गुरुवार 3 मई 1984 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 103-05-84 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 03-05-84 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2Paramātmā key|kī sabsē pahlī śhrēṣhṭh rachnā - brāhmaṇ

1The first elevated creation of God is Brahmins.

3Dilārām bāpdādā apnē brāhmaṇ bachchō̃ prati bōlē  : 4Āj rachtā bāp apnī rachnā kō , usmē̃ bhī pahlī rachnā ‘ brāhmaṇ ’ ātmāō̃ kō dēkh rahē haĩ .

2Today, the Father, the Creator, is seeing His creation, that is, He is seeing His first creation of Brahmin souls.

5Sabsē pahlī śhrēṣhṭh rachnā āp brāhmaṇ śhrēṣhṭh ātmāyē̃ hō , isliē sarv rachnā sē priya hō .

3The first elevated creation is you elevated Brahmin souls and is therefore more loved than the rest of creation.

6Brahmā dvārā ū̃chē tē ūñchī rachnā - mukh vaṅśhāvalī mahān ātmāyē̃ , brāhmaṇ ātmāyē̃ hō .

4The highest creation of all through Brahma is you mouth­born creation, you great souls, you Brahmin souls.

7Dēvtāō̃ sē bhī śhrēṣhṭh brāhmaṇ ātmāyē̃ gāī huī haĩ .

5Brahmin souls are praised as even more elevated than the deities.

8Brāhmaṇ hī phariśhtā sō dēvtā bantē haĩ .

6It is Brahmins who then become angels and then deities.

9Lēkin brāhmaṇ jīvan ādi pitā dvārā saṅgamyugī ādi jīvan hai .

7However, the Brahmin life is the first confluence­aged life through Adi Pita (the First Father).

10Ādi saṅgamvāsī jñānasvarūp trikāldarśhī , trinētrī brāhmaṇ ātmāyē̃ haĩ .

8The first residents of the confluence age are the Brahmin souls who are embodiments of knowledge, trikaldarshi and trinetri.

11Sākār svarūp mē̃ sākārī sr̥iṣhṭi par ātmā aur paramātmā K|kē milan aur sarv sambandh K|kē prīti key|kī rīti kā anubhav paramātm-avināśī khazānō̃ kā adhikār , sākār svarūp sē brāhmaṇō̃ kā hī yah gīt hai - hamnē dēkhā hamnē pāyā śhiv bāp kō brahmā bāp dvārā .

9The meeting of souls with the Supreme Soul in the corporeal form, in the corporeal world, the experience of fulfilling the responsibility of love of all relationships and the right to all of God's treasures, is the song sung by Brahmins in the corporeal form. 10"We saw and we attained Father Shiva through Father Brahma" is not the song of the deity life.

12Yah dēvtāī jīvan kā gīt nahī̃ hai . 13Sākār sr̥iṣhṭi par is sākārī nētrō̃ dvārā dōnō̃ bāp kō dēkhnā unkē sāth khānā-pīnā , chalnā , bōlnā , sunnā , her|har charitra kā anubhav karnā , vichitr kō chitra sē dēkhnā yah śhrēṣhṭh bhāgya brāhmaṇ jīvan kā hai .

11To see both fathers with your physical eyes in the corporeal world, to dine with them, to walk with them, to speak to them, to listen to them, to experience every divine activity, and to see the One without an image in the image is the elevated fortune of Brahmin life alone.

14Brāhmaṇ hī kahtē haĩ - hamnē bhagvān kō bāp K|kē rūp mē̃ dēkhā .

12It is only Brahmins who say: We saw God in the form of the Father.

15Mātā , sakhā , bandhu , sāzan K|kē svarūp mē̃ dēkhā .

13We saw Him in the form of the Mother, Friend, Brother and Bridegroom.

16Jō r̥iṣhi muni , tapasvī , vidvān āchārya , śhāstra sirph mahimā gātē hī rah gayē .

14Rishis, munis, tapaswis and scholars and those who studied the scriptures all simply sang praise.

17Darśhan K|kē abhilāṣī rah gayē . 18Kab āyēgā , kab mil hī jāyēgā .

15They were left hoping for a darshan (glimpse): He will come at some time; we will definitely meet Him at some time.

19Isī intjār mē̃ janm-janm K|kē chakra mē̃ chaltē rahē lēkin brāhmaṇ ātmāyē̃ phalak sē , niśhchay sē kahtī , naśhē sē kahtī , khuśhī-khuśhī sē kahtī , dil sē kahtī - ‘ hamārā bāp ab mil gayā ’ .

16They continued to move around the cycle of many births in the hope of meeting Him. 17However, Brahmin souls say with a sparkle, faith, intoxication and happiness from their heart that they have found their Father.

20Vah tarasanē vālē aur āp milan manānē vālē . 21Brāhmaṇ jīvan arthāt sarv avināśhī akhuṭ , aṭal , achal sarv prāpti svarūp jīvan , brāhmaṇ jīvan is kalp-vr̥ikṣha kā foundation , jaṛ hai .

18They are those who are thirsty for this, whereas you are those who celebrate a meeting. 19Brahmin life means being an embodiment of a life of all attainments that are imperishable, infinite, immovable and unshakeable.

22Brāhmaṇ jīvan K|kē ādhār par vah vr̥ikṣha vr̥iddhi kō prāpt kartā hai .

20Brahmin life is the foundation of this kalpa tree; it is the roots. 21This tree grows on the basis of Brahmin life.

23Brāhmaṇ jīvan key|kī jaṛō̃ sē sarv variety ātmāō̃ kō bīj dvārā mukti-jīvanmukti key|kī prāpti kā pānī miltā hai .

22It is through the roots of Brahmin life that all variety of souls receive the water of the attainment of liberation and liberation­in­life from the Seed.

24Brāhmaṇ jīvan K|kē ādhār sē yah ṭāl-ṭāliyā̃ vistār kō pātī hai .

23It is with the support of Brahmin life that the branches and twigs grow.

25Tō brāhmaṇ ātmāyē̃ sārē variety vaṅśhāvalī key|kī pūrvaj haĩ .

24Therefore, Brahmin souls are the ancestors of all the variety of dynasties.

26Brāhmaṇ ātmāyē̃ viśhva K|kē sarv śhrēṣhṭh kārya kā , nirmāṇ kā muhūrt karnē vālī haĩ .

25Brahmin souls are the ones who carry out the renewal, the muhurat, of the most elevated task of the world.

27Brāhmaṇ ātmāyē̃ hī avaśmēdh rājasva yagya , gyān yagya rachnē vālī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ haĩ . 28Brāhmaṇ ātmāyē̃ her|har ātmā K|kē 84 janm key|kī janmapatrī jānnē vālī haĩ .

26Brahmin souls are the elevated souls who create the sacrificial fire in which the horse is sacrificed for self­sovereignty, the sacrificial fire of knowledge. 27Brahmin souls are those who know the horoscope of 84 births of every soul.

29Her|har ātmā K|kē śhrēṣhṭh bhāgya key|kī rēkhā vidhātā dvārā śhrēṣhṭh banānē vālī haĩ .

28Brahmin souls are those who draw the elevated line of elevated fortune of all souls from the Bestower of Fortune.

30Brāhmaṇ ātmāyē̃ mahān yātrā - mukti-jīvanmukti key|kī yātrā karānē kē nimitt haĩ .

29Brahmin souls are instruments to take souls on the great pilgrimage of liberation and liberation­in­life.

31Brāhmaṇ ātmāyē̃ sarv ātmāō̃ kō sāmūhik sagāī bāp sē karānē vālī haĩ .

30Brahmin souls are those who perform the engagement ceremony of all souls collectively to the Father.

32Paramātma hāth mē̃ hāth kā hathiyālā bandhavānē vālī haĩ .

31Brahmin souls are those who tie the bond of putting the hand in God's hand.

33Brāhmaṇ ātmāyē̃ janm-janm kē liē sadā pavitratā kā bandhan bā̃dhanē vālī haĩ . 34Amarkathā kar amar banānē vālī haĩ .

32Brahmin souls are those who tie the bond for constant purity for birth after birth. 33Brahmin souls relate the story of immortality and make everyone immortal.

35Samjhā - kitnē mahān hō aur kitnē jimmēvār ātmāyē̃ hō  !

34Do you understand how great and how responsible you souls are?

36Pūrvaj hō .

35You are the ancestors.

37Jaisē pūrvaj vaisī vaṅśhāvalī bantī hai .

36As the ancestors, so their dynasty who come after them.

38Sādhāraṇ nahī̃ hō .

37You are not ordinary.

39Parivār K|kē jimmēvār vā kōī sēvā sthān K|kē jimmēvār - is had K|kē key|kī jimmēvār nahī̃ hō .

38You are not only responsible for your family or your service place; you are not only responsible for such limited places.

40Viśhva key|kī ātmāō̃ K|kē ādhār mūrt hō . 41Uddhār mūrt hō .

39You are the images of support and the images of upliftment for the souls of the world.

42Bēhad key|kī jimmēvārī her|har brāhmaṇ ātmā kē ūpar hai .

40Each Brahmin soul has unlimited responsibility.

43Agar bēhad key|kī jimmēvārī nahī̃ nibhātē , apnī laukik pravr̥itti vā alaukik pravr̥itti mē̃ hī kabhī uṛtī kalā , kab chaṛhtī kalā , kab chaltī kalā , kab rūktī kalā , isī kalābājī mē̃ hī samay lagātē , vah brāhmaṇ nahī̃ lēkin kṣhatriya ātmāyē̃ haĩ .

41If you don't fulfil your unlimited responsibility, if you simply spend your time in just your lokik household or alokik household, in sometimes having the flying stage, sometimes the ascending stage, sometimes the walking stage, sometimes the stopping stage, that is not being a Brahmin soul, but a warrior soul.

44Purūṣhārth key|kī kamāl par yah karē̃gē , aisē karē̃gē-karē̃gē K|kē tīr niśān-andājī kartē rahtē haĩ .

42Such souls constantly sing the wonder of their efforts saying, "I will do this, I will do this", and they constantly try to keep their goal.

45Niśān-andājī aur niśhān lag jāē ismē̃ antar hai . 46Vah niśhān kā andāj kartē rah jātē .

43There is a difference between just continuing to aim at a target and actually hitting the target.

47Ab karē̃gē , aisē karē̃gē .

44They simply try to aim at their target.

48Yah niśhān kā andāj kartē .

45"I will do this now. 46I will do it in this way."

49Uskō kahtē haĩ - kṣhatriya ātmāyē̃ .

47They continue to try to reach their target in that way.

50Brāhmaṇ ātmāyē̃ niśhān kā andājā nahī̃ lagātī̃ . 51Sadā niśhān par hī sthit hōtī haĩ .

48Such souls are called warrior souls. 49Brahmin souls don't try to hit their target; they are constantly stable on the target.

52Sampūrṇ niśhānā sadā buddhi mē̃ hai hī hai .

50They always have their goal in their intellect.

53Second K|kē saṅkalp sē vijayī ban jātē .

51They become victorious with just a second's thought.

54Bāpdādā - brāhmaṇ bachchē aur kṣhatriya bachchē dōnō̃ kā khēl dēkhtē rahtē haĩ .

52BapDada continues to watch the games of Brahmin children and warrior children.

55Brāhmaṇō̃ kā vijay kā khēl aur kṣhatriyō̃ kō sadā tīr kamān K|kē bōjh uṭhānē kā khēl .

53The game of Brahmins is of victory and the game of warriors is of constantly carrying the burden of the bow and arrow.

56Her|har samay purūṣhārth key|kī mēhnat kā kamān hai hī hai .

54They constantly have the bow of labour in their efforts.

57Ēk samasyā kō samādhān kartē hī haĩ tō dūsrī samasyā khaṛī hō jātī .

55As soon as they solve one problem, another one arises. 56Brahmins are embodiments of solutions.

58Brāhmaṇ samādhān svarūp haĩ .

57Warriors are constantly engaged in finding a solution to a problem.

59Kṣhatriya bār-bār samasyā kō samādhān karnē mē̃ lagē huē rahtē .

58In the sakar form, Baba used to tell you an amusing story: What are the warriors doing?

60Jaisē sākār rūp mē̃ hansī key|kī kahānī sunātē thē nā .

59There is a story about this – when you remove a mouse, a cat comes.

61Kṣhatriya kyā karat bhayē  ! 62Iskī kahānī hai nā - chūhā nikāltē tō billī ā jātī . 63Āj dhan key|kī samasyā kal man key|kī , parsō̃ tan key|kī vā sambangha samparka vālō̃ key|kī .

60Today, there is a problem about money, tomorrow there is a problem with the mind, the day after that there would be a problem with the body or with relations or connections.

64Mēhnat mē̃ hī lagē rahtē haĩ .

61They constantly remain engaged in making effort.

65Sadā kōī na kōī complaint jarūr hōgī . 66Chāhē apnī hō , chāhē dūsrō̃ kī hō .

62They would definitely have a complaint at all times, whether about themselves or others.

67Bāpdādā aisē samay prati samay kōī na kōī mēhnat mē̃ lagē rahnē vālē bachchō̃ kō dēkh dayālu kr̥ipālu K|kē rūp sē dēkh rahm bhī kartē haĩ .

63Seeing the children from time to time constantly engaged in making effort for something or other, BapDada feels mercy for them through His merciful and compassionate form.

68Saṅgamyug , brāhmaṇ jīvan dilārām key|kī dil par ārām karnē kā samay hai .

64Brahmin life of the confluence age is the time for resting in the heart of the Comforter of Hearts.

69Dil par ārām sē rahō .

65Sit in His heart comfortably.

70Brahmā bhōjan khāō . 71Gyān-amr̥it piyō .

66Eat Brahma bhojan and drink the nectar of knowledge.

72Śhaktiśhālī sēvā karō aur ārām mauj sē diltakhta par rahō .

67Do powerful service and sit on the heart­throne comfortably with pleasure.

73Hairān kyō̃ hōtē hō .

68Why do you become distressed?

74Hē rām nahī̃ kahtē . 75Hē bābā yā hē dādī-dīdī tō kahtē hō nā  !

69You don't say, "oh Rama!" (out of distress) any more, but you do say, "Oh Baba!", "Oh Dadi!, Oh Didi!", do you not?

76Hē bābā , hē dādī-dīdī kuchh sunā .

70"Oh Baba, Oh Dadi, Didi, listen to me!

77Kuchh karō .

71Do something!"

78Yah hairān hōnā hai .

72This is being distressed.

79Ārām sē rahnē kā yug hai .

73This is the age to live in comfort.

80Rūhānī mauj karō .

74Have spiritual pleasure!

81Rūhānī maujō̃ mē̃ yah suhāvanē din bitāō .

75Pass these beautiful days in spiritual pleasure.

82Vināśhī mauj nahī̃ karnā . 83Gāō , nāchō , murajhāō̃ nahī̃ .

76Don't just have pleasure through perishable things.

84Paramātma maujō̃ kā samay ab nahī̃ manāyā tō kab manāyēṅgē  ! 85Rūhānī śhān mē̃ baiṭhō . 86Parēśhān kyō̃ hōtē hō  ?

77Sing and dance, but don't wilt. 78If you don't spend time in God's pleasure now, then when would you do this?

87Bāp kō āśhcharya lagtā hai - chhōṭī-sī chīṇṭī sē parēśhān hō jātē hō .

79Sit in your spiritual honour (shaan). 80Why do you become distressed (pareshaan)?

88Kyōṅki śhān sē parē hō jātē tō chīṇṭī buddhi tak chalī jātī hai . 89Buddhiyōg vichalit kar dētī hai .

81The Father is amazed that something as tiny as an ant reaches your intellect and disturbs your intellect's yoga.

90Jaisē sthūl śharīr mē̃ bhī chīṇṭī kāṭēgī tō śharīr hilēgā , vichalit hōgā nā .

82Just as if an ant bites you physically, you will be disturbed and fidget with your body.

91Vaisē buddhi kō vichalit kar dētī hai .

83In the same way, it disturbs your intellect.

92Chīṇṭī agar hāthī K|kē kān par jātī hai tō mūrchhit kar dētī hai nā  !

84If an ant goes into the ear of an elephant, it makes the elephant unconscious.

93Aisē brāhmaṇ ātmā mūrchhit hō kṣhatriya ban jātī hai .

85In the same way, Brahmin souls become unconscious and become warriors.

94Samjhā kyā khēl kartē hō  !

86Do you understand what games you play?

95Kṣhatriya nahī̃ bannā .

87Don't become warriors!

96Phir rājdhānī bhī trētāyugī milēgī .

88In that case you will receive a silver­aged kingdom.

97Satyugī dēvtāō̃ nē khā-pīkar jō bachāyā hōgā vah kṣhatriyō̃ kō trētā mē̃ milēgā .

89Whatever the golden­aged deities don’t consume and is left over is then received by the warriors of the silver age.

98Karma K|kē khēt kā pahlā pūr brāhmaṇ sō dēvtāō̃ kō miltā hai . 99Aur dūsrā pūr , kṣhatriyō̃ kō miltā hai .

90It is the Brahmins who are to become deities who receive the first harvest from the field of action, whereas the warriors receive the second harvest.

100Khēt K|kē pahlē pūr key|kī taste aur dūsrē pūr mē̃ taste kyā hō jātī hai , yah tō jāntē hō nā  !

91You already know the difference between the taste of the first harvest and the second harvest, do you not?

101Achchhā -

92Achcha.

102Mahārāṣhṭra aur U|you . pī|P . zone hai .

93Maharashtra and UP zone: Maharashtra has a speciality.

103Mahārāṣhṭra key|kī viśhēṣhtā hai . 104Jaisē mahārāṣhṭra nām hai vaisē mahān ātmāō̃ kā sundar guldastā bāpdādā kō bhēṇṭ karē̃gē .

94As is the name Maharashtra, so they would present BapDada a beautiful bouquet of great souls. 95The kingdom of Maharashtra is beautiful and perfect.

105Mahārāṣhṭra key|kī rājdhānī sundar aur sampann hai .

96So Maharashtra has to bring such perfect, well­known souls into contact.

106Tō mahārāṣhṭra kō aisē sampann nāmīgrāmī ātmāō̃ kō samparka mē̃ lānā hai .

97This is why you are told to make souls into great souls, and bring a beautiful bouquet in front of the Father.

107Isliē kahā ki mahān ātmā banāē sundar guldastā bāp K|kē sāmnē lānā hai . 108Ab ant K|kē samay mē̃ in sampatti vālō̃ kā bhī part hai .

98Now, at the end, those with all that wealth also have a part. 99They don't have a part of coming into relationship with you, but of being in contact with you. 100Do you understand?

109Sambandh mē̃ nahī̃ , lēkin samparka kā part hai . 110Samjhā  !

101UP has the Taj Mahal, the Wonder of the World, which is known here and in all countries abroad.

111U|you . pī|P . mē̃ dēśh-vidēśh mē̃ prasiddh wonder of|off di world ‘ tājmahal ’ hai nā  ! 112Jaisē U|you . pī|P . mē̃ world key|kī wonderful chīz hai aisē U|you . pī|P . vālō̃ kō sēvā mē̃ wonderful pratyakṣha phal dikhānā hai .

102Just as UP has the most wonderful thing in the world, in the same way, those from UP have to show the practical, visible wonderful fruit of service, so that you become very well­ known in this land and abroad and in the Brahmin world for doing something wonderful, that you are wonderful ones of the world.

113Jō dēśh vidēśh mē̃ , brāhmaṇ saṅsār mē̃ nāmīgrāmīhō ki yah tō bahut wonderful kām kiyā , wonderful of|off world hō . 114Aisā wonderful kārya karnā hai .

103You have to carry out such a wonderful task. 104Simply to have Gita pathshalas and centres is not wonderful. 105Only when you do something that no one else has yet done, will it be said that you did something wonderful.

115Gītā pāṭhśhālāyē̃ haĩ , centre haĩ , yah wonderful nahī̃ .

106Do you understand? 107Those from abroad have become ever­present in every season.

116Jō ab tak kisī nē nahī̃ kiyā vah karkē dikhāyē̃ tab kahē̃gē - ‘ wonderful ’ . 117Samjhā .

108Those from abroad will make both Fathers ever­present in the world through the facilities abroad.

118Vidēśhī bhī ab hājar-nāzar hō gayē haĩ , her|har season mē̃ .

109To be present means they will be able to see them with these eyes.

119Vidēśh vālē vidēśh K|kē sādhanō̃ dvārā viśhva mē̃ dōnō̃ bāp kō hājar-nāzar karē̃gē .

110So, you will make such a Father ever­present in front of the world. 111Do those of you from abroad understand what you have to do?

120Nāzar arthāt is najar sē dēkh sakē̃ .

112Achcha. 113Tomorrow, the whole congregation is going to be leaving.

121Tō aisē bāp kō viśhva kē āgē hājar-nāzar karē̃gē .

114Eventually, the day will also come when helicopters will land here.

122Samjhā vidēśhiyō̃ kō kyā karnā hai  !

115All facilities are being prepared for you.

123Achchhā - kal tō sārī bārāt jānē vālī hai . 124Ākhir vah bhī din āyēgā - jō helicopter bhī utarē̃gē .

116Just as there will be a line (queue) of vimans in the golden age, so there is now a line of jeeps and buses here.

125Sab sādhan tō āpkē liē hī ban rahē haĩ .

117Eventually, there will also be a line of vimans.

126Jaisē satyug mē̃ vimānō̃ key|kī line lagī huī hōtī hai .

118Everyone will be afraid and come here running. 119They will go away giving everything to you.

127Abhī yahā̃ jīp aur basō̃ key|kī line lagī rahtī .

120They will be afraid whereas you will fly. 121You have no fear of dying.

128Ākhir vimānō̃ key|kī bhī line lagēgī .

122You have already died. 123You saw a sample in Pakistan.

129Sabhī ḍar kar bhāgē̃gē aur sab kuchh āpkō dēkar jāyēṅgē .

124All of them left their keys and went away. 125Therefore, you are going to receive all the keys.

130Vah ḍarē̃gē aur āp uṛēgē .

126You will simply have to look after them. 127Achcha.

131Āpkō marnē kā ḍar tō hai nahī̃ .

128To those who put all the specialities of Brahmin life into their life; to those who don't just have physical rest but experience spiritual pleasure and spiritual comfort on the Father's heart­ throne, the Comforter of Hearts; to those who constantly maintain the elevated honour of the confluence age; to those who remain absorbed in love to such an extent that labour is changed into love; to such elevated Brahmin souls, BapDada's love, remembrance and namaste. 129Blessing: May you be a lord of knowledge and an embodiment of knowledge and with the vehicle of a divine intellect tour all three worlds 130A divine intellect means a holy­swan intellect. 131That is, it is an intellect able to distinguish between milk and water, pearls and stone and only imbibe the pearls.

132Pahlē hī mar gayē . 133Pākistān mē̃ sample dēkhā thā nā - sab cābiyā̃ dēkar chalē gayē .

132This is why the vehicle for Saraswati, the confluence­aged goddess of knowledge, the embodiment of knowledge, is a holy swan.

134Tō sab cābiyā̃ āpkō milnī haĩ . 135Sirph sambhālnā . 136Achchhā -

133All of you are embodiments of knowledge and this is why you are the lords and goddesses of knowledge.

137Sadā brāhmaṇ jīvan key|kī sarv viśhēṣhatāō̃ kō jīvan mē̃ lānē vālē , sadā dilārām bāp K|kē diltakhta par rūhānī mauj , rūhānī ārām karnē vālē , sthūl ārām nahī̃ kar lēnā , sadā saṅgamyug K|kē śhrēṣhṭh śhān mē̃ rahnē vālē , mēhnat sē muhabbat key|kī jīvan mē̃ lavlīn rahnē vālē , śhrēṣhṭh brāhmaṇ ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .

134This vehicle is a sign of a divine intellect. 135With the vehicle of this divine intellect, you can tour all three worlds. 136This vehicle is the fastest vehicle of all. 137Slogan: Only when there is the dharna of purity in your thoughts, words and deeds will there be the sparkle of spirituality in your features.

138’ ’

138* * * O M S H A N T I* * *