बुधवार 23 जनवरी 1985 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 123-01-85 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 23-01-85 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Divya janm key|kī gift - divya nētra 3Divya buddhi divya dr̥iṣhṭi vidhātā trikāldarśhī bāpdādā bōlē
1Today Baba the viewer of the three aspects of time, was seeing the children who are the viewers of the three aspects of time, and who have the third eye.
4Āj trikāldarśhī bāp apnē trikāldarśhī , trinētrī bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .
2BapDada was seeing the percentage of clarity and power of the divine intellect and the divine eye of each child.
5Bāpdādā , divya buddhi aur divya nētra jiskō tīsrā nētra bhī kahtē haĩ , vah nētra kahā̃ tak spaṣhṭ aur śhaktiśhālī hai , har ēk bachchē K|kē divya nētra K|kē śhakti key|kī percentage dēkh rahē haĩ .
3Baba has given everyone a full power divine eye, but each child applies their own eye according to their own law, their abstinence from other things, and their attention.
6Bāpdādā nē sabhī kō 100 pratiśhat śhaktiśhālī divya nētra janm key|kī gift dī hai . 7Bāpdādā nē number-vār śhaktiśhālī nētra nahī̃ diyā lēkin is divya nētra kō har ēk bachchē nē apnē-apnē kāydē pramāṇ , parhēj pramāṇ , attention dēnē pramāṇ practical kārya mē̃ lagāyā hai . 8Isliē divya nētra key|kī śhakti kisī key|kī sampūrṇ śhaktiśhālī hai , kisī key|kī śhakti percentage mē̃ rah gaī hai . 9Bāpdādā dvārā yah tīsrā nētra divya nētra milā hai , jaisē ājkal science kā sādhan dūrabīn hai jō dūr key|kī vastu kō samīp aur spaṣhṭ anubhav karātī hai , aisē yah divya nētra bhī divya dūrabīn kā kām kartē haĩ .
4For some the divine eye is completely powerful, but others lack a percentage.
10Second mē̃ paramdhām , kitnā dūr hai .
5You have received this divine eye from BapDada.
11Jiskē mile gintī nahī̃ kar saktē , science kā sādhan is sākār sr̥iṣhṭi K|kē sūrya chānd sitārō tak dēkh saktē haĩ . 12Lēkin yah divya nētra tīnō̃ lōkō̃ kō , tīnō̃ kālō̃ kō dēkh saktē haĩ .
6It is like a divine pair of binoculars - in one second Paramdham, which is at a distance which can’t be measured, can be seen close and clear.
13Is divya nētra kō anubhav kā nētra bhī kahtē haĩ . 14Anubhav key|kī ā̃kh , jis ā̃kh dvārā 5000 varṣh key|kī bāt itnī spaṣhṭ dēkhtē jaisē ki kal key|kī bāt hai .
7The instruments of science can see the sun, the moon and the stars of this corporeal world, but the divine eye can see three worlds and three aspects of time.
15Hā̃ , 5 hajār varṣh aur kahā̃ kal !
8The divine eye is called the eye of experience.
16Tō dūr key|kī bāt samīp aur spaṣhṭ dēkhtē hō nā .
9It sees what happened 5000 years ago as though it was yesterday.
17Anubhav kartē hō - kal maĩ pūjya dēv ātmā thī aur kal phir banē̃gī . 18Āj brāhmaṇ kal dēvtā .
10You have the experience that yesterday you were worship worthy souls and you will be so again tomorrow.
19Tō āj aur kal key|kī bāt sahaj hō gaī nā .
11Today a Brahmin and tomorrow a deity.
20Śhaktiśhālī nētra vālē bachchē apnē double tājdhārī sahaj sajāyē svarūp kō sadā sāmnē spaṣhṭ dēkhtē rahtē haĩ .
12So the things of yesterday, today, and tomorrow, have become clear, have they not?
21Jaisē sthūl chōlā sajā sajāyā sāmnē dikhāī dētā aur samajhtē hō abhī kā abhī dhāraṇ kiyā ki kiyā . 22Aisē yah dēvtāī śharīr rūpī chōlā sāmnē dēkh rahē hō nā .
13Those children who have this powerful eye will always see their double crowned decorated form clearly in front of them.
23Bas kal dhāraṇ karnā hī hai . 24Dikhāī dētā hai nā .
14You will put these clothes on tomorrow.
25Abhī taiyār hō rahā hai vā sāmnē taiyār huā dikhāī dē rahā hai ? 26Jaisē brahmā bāp kō dēkhā , apnā bhaviṣhya chōlā śhrīkr̥iṣhṇa svarūp sadā sāmnē spaṣhṭ rahā .
15Just as Brahma Baba always saw his fortune form of Shri Krishna in front of him, so too you all see, through this powerful eye, your own form clearly in front of you.
27Aisē āp sabhī kō bhī śhaktiśhālī nētra sē spaṣhṭ aur sāmnē dikhāī dētā hai ?
16In one moment the angel, and the next moment the angel becomes a deity.
28Abhī-abhī phariśhtā sō dēvtā .
17So is your vision clear or blurred?
29Naśhā bhī hai aur sākṣhāt dēvtā bannē kā divya nētra dvārā sākṣhātkār bhī hai .
18You have eye lids of faith and the pupil of consciousness.
30Tō aisā śhaktiśhālī nētra hai ? 31Vā kuchh dēkhnē key|kī śhakti kam hō gaī hai ?
19If one is weak then your vision cannot be clear.
32Jaisē sthūl nētra key|kī śhakti kam hō jātī hai tō spaṣhṭ chīz bhī jaisē pardē K|kē andar vā bādalō̃ K|kē bīch dikhāī dētī hai . 33Aisē āpkō bhī dēvtā bannā tō hai , banā tō thā lēkin kyā thā , kaisā thā is thā K|kē pardē K|kē andar tō nahī̃ dikhāī dētā ? 34Spaṣhṭ hai ? 35Niśhchay kā pardā aur smr̥iti kā maṇkā dōnō̃ śhaktiśhālī haĩ nā .
20Check it, or have it checked.
36Vā maṇkā ṭhīk hai aur pardā kamzōr hai !
21Has the strength of your eye been reduced.
37Ēk bhī kamzōr rahā tō spaṣhṭ nahī̃ hōgā . 38Tō check karō vā check karāō ki kahā̃ nētra key|kī śhakti cum|kam tō nahī̃ huī hai ?
22If from birth you have followed shrimat and abstained from other things, your eye will be constantly powerful.
39Agar janm sē śhrīmat rūpī parhēj kartē āyē hō tō nētra sadā śhaktiśhālī hai . 40Śhrīmat key|kī parhēj mē̃ kamī hai tab śhakti bhī cum|kam hai .
23If abstaining from other things though shrimat is lacking, then the power of the eye will be reduced.
41Phir sē śhrīmat key|kī duā kahō , davā kahō , parhēj kahō , vah karō tō phir śhaktiśhālī hō jāyēṅgē . 42Tō yah nētra hai divya dūrabīn . 43Yah nētra śhaktiśhālī yantra bhī hai .
24So whether you cal it the blessings of shrimat, or the medicine of abstinence, apply shrimat to make it powerful again.
44Jis dvārā jō jaisā hai , ātmik rūp kō ātmā key|kī viśhēṣhtā kō sahaj aur spaṣhṭ dēkh saktē hō . 45Śharīr K|kē andar virājmān gupta ātmā kō aisē dēkh saktē jaisē sthūl nētrō̃ dvārā sthūl śharīr kō dēkhtē hō . 46Aisē spaṣhṭ ātmā dikhāī dētī hai nā vā śharīr dikhāī dētā hai ? 47Divya nētra dvārā divya sūkṣhma ātmā hī dikhāī dēgī .
25This eye is the divine binocular.
48Jaisē nētra divya hai tō viśhēṣhtā arthāt guṇ bhī divya hai . 49Avguṇ kamzōrī hai . 50Kamzōr nētra kamzōrī kō dēkhtē haĩ .
26This eye is also a very powerful instrument through which the speciality of each soul can be seen easily and clearly.
51Jaisē sthūl nētra kamzōr hōtā hai tō kālē-kālē dāg dikhāī dētē haĩ . 52Aisē kamzōr nētra avguṇ K|kē kālēpan kō dēkhtē haĩ .
27You can see the incognito soul present inside the body clearly, just as you see the physical body through the physical eyes.
53Bāpdādā nē kamzōr nētra nahī̃ diyā hai . 54Svayã nē hī kamzōr banāyā hai .
28So do you see the soul clearly, or is it the body that you see?
55Vāstav mē̃ yah śhaktiśhālī yantra rūpī nētra chaltē-phirtē natural rūp mē̃ sadā ātmik rūp kō hī dēkhtē .
29Just as the eye is divine, so too the specialities, or virtues, that are seen, are also divine.
56Mēhnat nahī̃ karnī paṛtī ki yah śharīr hai yā ātmā hai . 57Yah hai yā vah hai . 58Yah kamzōr nētra key|kī niśhānī hai jaisē science vālē śhaktiśhālī glāsēj dvārā sabhī jarmas kō spaṣhṭ dēkh saktē haĩ . 59Aisē yah śhaktiśhālī divya nētra māyā key|kī bīmārī kō pahlē sē hī jān samāpt kar sadā nirōgī rahtē haĩ .
30A weak eye will only see defects.
60Aisā śhaktiśhālī divya nētra hai .
31Baba has not given you a weak eye.
61Yah divya nētra divya T . V|we . bhī hai . 62Ājkal T . V|we . sabhī kō achchhī lagtī hai nā . 63Iskō T . V|we . kahō vā dūradarśan kahō ismē̃ apnē svarg K|kē sarv janmō̃ kō arthāt apnē 21 janmō̃ K|kē divya film kō dēkh saktē hō . 64Apnē rājya K|kē sundar najārē dēkh saktē hō .
32You yourselves have made it weak.
65Her|har janm key|kī ātm-kahānī kō dēkh saktē hō . 66Apnē tāj takht rājya-bhāgya kō dēkh saktē hō .
33In actual fact, as you move around in a natural way, this divine eye should be able to see constantly the form of the soul.
67Divya darśhan kahō vā dūradarśan kahō . 68Divya darśhan kā nētra śhaktiśhālī hai nā .
34There should be no effort involved in distinguishing the body from the soul.
69Jab free hō tō yah film dēkhō , ājkal kī dance nahī̃ dēkhnā vah ḍēnjar dance hai . 70Phariśhtō̃ key|kī dance , dēvtāō̃ key|kī dance dēkhō . 71Smr̥iti kā switch tō ṭhīk hai nā .
35Just as through a microscope you can see germs, the powerful divine eye can very clearly see the extremely subtle forms of Maya, and so will not allow these germs to flourish.
72Agar switch ṭhīk nahī̃ hōgā tō chalānē sē bhī kuchh dikhāī nahī̃ dēgā . 73Samjhā - yah nētra kitnā śhrēṣhṭh hai .
36Before any illness of Maya can take hold, you will finish it, and so you become ever free of disease.
74Ājkal majority kōī bhī chīz key|kī invention kartē haĩ tō lakṣhya rakhtē haĩ ki ēk vastu bhinn-bhinn kārya mē̃ āvē . 75Aisē yah divya nētra anēk kārya siddha karnē vālā hai . 76Bāpdādā bachchō̃ K|kē kamzōrī key|kī kabhī-kabhī complain sun yahī kahtē , divya buddhi milī , divya nētra milā , iskō vidhipūrvak sadā use kartē rahō tō na sōchnē key|kī phursat , na dēkhnē key|kī phursat rahēgī . 77Na aur sōchē̃gē na dēkhē̃gē .
37This divine eye is this powerful.
78Tō kōī bhī complain rah nahī̃ saktī .
38This divine eye is also a divine television.
79Sōchnā aur dēkhnā yah dōnō̃ viśhēṣh ādhār haĩ complete hōnē K|kē vā complain karnē K|kē .
39You will be able to see a film of all your births in Heaven, that is your 21 births.
80Dēkhtē huē , suntē huē sadā sōchō jaisā sōchnā vaisā karnā hāētā hai . 81Isliē in dōnō̃ divya prāptiyō̃ kō sadā sāth rakhō .
40You can see the beautiful scenes of your kingdom and the story of the soul in each birth.
82Sahaj hai nā . 83Hō samarth lēkin ban kyā jātē hō ?
41You can see the fortune of the crown, throne, and kingdom.
84Jab sthāpanā huī tō chhōṭē-chhōṭē bachchē dialogue kartē thē , bhōlā bhāī kā .
42Whether you call it divine vision or far-sightedness, it is very powerful.
85Tō haĩ samarth lēkin bhōlā bhāī ban jātē haĩ .
43Whenever you are free, see this film.
86Tō bhōlā bhāī nahī̃ banō . 87Sadā samarth banō . 88Aur aurō̃ kō bhī samarth banāō . 89Samjhā - achchhā .
44Do not see the dangerous dance they perform nowadays, but see the dance of the angels and of the deities.
90Sadā divya buddhi aur divya nētra kō kārya mē̃ lagānē vālē , sadā divya buddhi dvārā śhrēṣhṭh manan , divya nētra dvārā divya dr̥iśhya dēkhnē mē̃ magan rahnē vālē , sadā apnē bhaviṣhya dēv svarūp kō spaṣhṭ anubhav karnē vālē , sadā āj aur kal itnā samīp anubhav karnē vālē , aisē śhaktiśhālī divya nētra vālē trinētrī , trikāldarśhī bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē ! 91 92Personal mulākāt - 1 - sahajyōgī bannē key|kī vidhi - sabhī sahajyōgī ātmāyē̃ hō nā . 93Sadā bāp K|kē sarv sambandhō̃ K|kē snēh mē̃ samāyē huē .
45The switch of consciousness is working is it not?
94Sarv sambandhō̃ kā snēh hī sahaj kar dētā hai . 95Jahā̃ snēh kā sambandh hai vahā̃ sahaj hai . 96Aur jō sahaj hai vah nirantar hai .
46If you use the divine intellect and divine eye that you have received, in the correct way, then you will neither have time to think nor see that which is weak.
97Tō aisē sahajyōgī ātmā bāp K|kē sarv snēhī sambandh key|kī anubhūti kartē hō ? 98Ūdhav K|kē samān hō yā gōpiyō̃ K|kē samān ?
47Seeing and thinking are the two special methods for either becoming complete, or for becoming weak and complaining.
99Ūdhav sirph gyān kā varṇan kartā rahā . 100Gōpagōpi yā̃ prabhu pyār kā anubhav karnē vālī .
48While you see and listen, always have divine thoughts, and as are the thoughts, so you will do.
101Tō sarv sambandhō̃ kā anubhav yah hai viśhēṣhtā .
49Remain always powerful and make others powerful.
102Is saṅgamyug mē̃ yah viśhēṣh anubhav karnā hī vardān prāpt karnā hai . 103Gyān sunnā sunānā alag bāt hai . 104Sambandh nibhānā , sambandh key|kī śhakti sē nirantar lagan mē̃ magan rahnā vah alag bāt hai . 105Tō sadā sarv sambandhō̃ K|kē ādhār par sahyōgī bhav .
50Samja.
106Isī anubhav kō baṛhātē chalō . 107Yah magan avasthā gōp-gōpiyō̃ key|kī viśhēṣh haĩ . 108Lagan lagānā aur chīz hai lēkin lagan mē̃ magan rahnā yahī śhrēṣhṭh anubhav haĩ . 1092 . ūñchī sthiti vighnō̃ K|kē prabhāv sē parē hai - kabhī kisī bhī vighna K|kē prabhāv mē̃ tō nahī̃ ātē hō ?
51Achcha.
110Jitnī ūñchī sthiti hōgī tō ūñchī sthiti vighnō̃ K|kē prabhāv sē parē hō jātī hai . 111Jaisē space mē̃ jātē haĩ tō ū̃chā jātē haĩ , dharnī K|kē prabhāv sē parē hō jātē . 112Aisē kisī bhī vighnō̃ K|kē prabhāv sē sadā safe rahtē . 113Kisī bhī prakār key|kī mēhnat kā anubhav unhē̃ karnā paṛtā - jō muhabbat mē̃ nahī̃ rahtē .
52To those who constantly apply the divine intellect and the divine eye in all activity, who constantly remain in the intoxication of seeing divine scenes, who always experience their future deity form clearly; to such children who have a powerful divine eye, who are the viewers of the three aspects of time, BapDada’s love, remembrance and namaste.
114Tō sarv sambandhō̃ sē snēh key|kī anubhūti mē̃ rahō . 115Snēh hai lēkin usē emerge karō . 116Sirph amr̥tēvēlē yād kiyā phir kārya mē̃ busy hō gayē tō merge hō jātā . 117Emerge rūp mē̃ rakhō tō sadā śhaktiśhālī rahē̃gē .
53* * * O M S H A N T I* * *