शुक्रवार 15 मार्च 1985 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 115-03-85 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 15-03-85 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Mēhnat sē chhūṭnē kā sahaj sādhan - nirākārī svarūp key|kī sthiti 3Avyakt bāpdādā bōlē
1The easy way to be liberated from making effort is to have the stage of the incorporeal form
4Bāpdādā bachchō̃ K|kē snēh sē , vāṇī sē parē nirvāṇ avasthā sē vāṇī mē̃ ātē haĩ .
2Out of love for the children, BapDada comes into sound from being in the stage of nirvana, beyond sound.
5Kisliē ?
3What for?
6Bachchō̃ kō āp samān nirvāṇ sthiti kā anubhav karānē kē liē . 7Nirvāṇ sweet home mē̃ lē jānē kē liē .
4In order to give children the experience of the nirvana stage, beyond sound, the same as He is in, in order to take you to nirvana, the sweet home.
8Nirvāṇ sthiti nirvikalp sthiti hai .
5The nirvana stage is the stage of being free from negative thoughts.
9Nirvāṇ sthiti nirvikārī sthiti hai .
6The nirvana stage is the incorporeal stage.
10Nirvāṇ sthiti sadā nirākārī sō sākār svarūpadhārī ban vāṇī mē̃ ātē haĩ .
7In the nirvana stage, you come into sound in the corporeal form whilst in the incorporeal.
11Sākār mē̃ ātē bhī nirākārī svarūp key|kī smr̥iti , smr̥iti mē̃ rahtī hai .
8When coming into the corporeal, you have the awareness of the incorporeal form.
12Maĩ nirākār , sākār ādhār sē bōl rahā hū̃ .
9I, the incorporeal being, am speaking with the support of the corporeal.
13Sākār mē̃ bhī nirākār sthiti smr̥iti mē̃ rahē - iskō kahtē haĩ nirākār sō sākār dvārā vāṇī mē̃ , karma mē̃ ānā . 14Aslī svarūp nirākār hai , sākār ādhār hai .
10When you have the incorporeal stage in your awareness whilst in the corporeal form, that is called coming into words and actions from the incorporeal through the corporeal.
15Yah double smr̥iti - nirākār sō sākār śhaktiśhālī sthiti hai .
11The original form is incorporeal and the corporeal form is the support.
16Sākār ādhār lē nirākār svarūp kō bhūlō nahī̃ .
12This double awareness of the incorporeal and the corporeal is powerful.
17Bhūltē hō isliē yād karnē key|kī mēhnat karnī paṛtī hai .
13Whilst taking the support of the corporeal, do not forget the incorporeal form.
18Jaisē laukik jīvan mē̃ apnā śhārīrik svarūp svataḥ hī sadā yād rahtā hai ki maĩ phalānā vā phalānī is samay yah kārya kar rahī hū̃ yā kar rahā hū̃ .
14It is because you forget that you have to make effort to remember. 15In worldly life, you automatically remember your physical form, that you are Soandso and that you are carrying out this task at this time.
19Kārya badaltā hai lēkin maĩ phalānā hū̃ yah nahī̃ badaltā , na bhūltā hai .
16The task changes, but your being Soandso doesn’t change nor do you forget it.
20Aisē , maĩ nirākār ātmā hū̃ , yah aslī svarūp kōī bhī kārya kartē svataḥ aur sadā yād rahnā chāhiē .
17In the same way, the original form that “I am an incorporeal soul” should always automatically and constantly be remembered whenever performing any task.
21Jab ēk bār smr̥iti ā gaī , parichay bhī mil gayā - maĩ nirākār ātmā hū̃ . 22Parichay arthāt knowledge . 23Tō knowledge key|kī śhakti dvārā svarūp kō jān liyā .
18Once you have this awareness and you have the introduction that you are an incorporeal soul – introduction means knowledge – then you know the form with the power of knowledge.
24Jānnē kē bād phir bhūl kaisē saktē ?
19How could you forget this after knowing it?
25Jaisē knowledge key|kī śhakti sē śharīr kā bhān bhulātē bhī bhūl nahī̃ saktē .
20With the power of knowledge, you don’t forget the awareness of the body even when you try to forget it.
26Tō yah ātmik svarūp bhūl kaisē sakē̃gē ?
21So, then, how can you forget this soul conscious form?
27Tō yah apnē āpsē pūchhō aur abhyās karō .
22So, ask yourself this and practise it.
28Chaltē-phirtē kārya kartē check karō - nirākār sō sākār ādhār sē yah kārya kar rahā hū̃ !
23Whilst walking, moving around and carrying out any task, check whether the incorporeal is carrying out the task with the support of the corporeal.
29Tō svataḥ hī nirvikalp sthiti , nirākārī sthiti , nirvighna sthiti sahaj rahēgī .
24Then you will automatically have the stage of being free from negative thoughts, the incorporeal stage and the stage that is free from obstacles.
30Mēhnat sē chhūṭ jāyēṅgē .
25You will be liberated from effort.
31Yah mēhnat tab lagtī hai jab bār-bār bhūltē hō .
26You find it to be effort when you repeatedly forget this.
32Phir yād karnē key|kī mēhnat kartē hō .
27Then you have to make effort to remember.
33Bhūlō hī kyō̃ , bhūlnā chāhiē ?
28Why do you forget it? 29Should you forget this?
34Bāpdādā pūchhtē haĩ - āp hō kaun ?
30BapDada is asking: Who are you?
35Sākār hō vā nirākār ?
31Are you corporeal or incorporeal?
36Nirākār hō nā !
32You are incorporeal, are you not?
37Nirākār hōtē huē bhūl kyō̃ jātē hō !
33Whilst being incorporeal, why do you forget it?
38Aslī svarūp bhūl jātē aur ādhār yād rahtā !
34You forget your original form and you remember the support.
39Svayã par hī hansī nahī̃ ātī ki yah kyā kartē haĩ !
35Are you not amused with yourself because of what you are doing?
40Ab hansī ātī hai nā ?
36You are now amused, are you not?
41Aslī bhūl jātē aur nakalī chīz yād ā jātī ?
37You forget the real thing and you remember the artificial.
42Bāpdādā kō kabhī-kabhī bachchō̃ par āśhcharya bhī lagtā hai .
38Sometimes, BapDada is amazed at the children.
43Apnē āpkō bhūl jātē aur bhūlkar phir kyā kartē ?
39You forget yourself and what do you then do?
44Apnē āpkō bhūl hairān hōtē haĩ .
40You forget yourself and then become distressed.
45Jaisē bāp kō snēh sē nirākār sē sākār mē̃ āhvān kar lā saktē hō tō jissē snēh hai us jaisē nirākār sthiti mē̃ sthit nahī̃ hō saktē hō !
41You are able to call the Father from the incorporeal into the corporeal because of your love. 42So, are you not able to remain stable in the incorporeal stage, like the stage of the One you love?
46Bāpdādā bachchō̃ key|kī mēhnat dēkh nahī̃ saktē haĩ !
43BapDada cannot bear to see the children labouring.
47Master sarvśhaktivān aur mēhnat ?
44Master almighty authority and labouring.
48Master sarvśhaktivān sarv śhaktiyō̃ K|kē mālik hō .
45You master almighty authorities are the masters of all powers.
49Jis śhakti kō jis bhī samay śhubh saṅkalp sē āhvān karō vah śhakti āp mālik kē āgē hājar hai .
46At any time, whatever power you invoke with a pure thought, that power will become present in front of you masters.
50Aisē mālik , jiskī sarv śhaktiyā̃ sēvādhārī haĩ , vah mēhnat karēgā vā śhubh saṅkalp kā order karēgā ?
47Would such a master, whose servers are all the powers, labour or would he order them with pure thoughts?
51Kyā karēgā , rājē hō nā ki prajā hō ?
48What would he do? 49You are kings, are you not?
52Vaisē bhī jō yōgya bachchā hōtā hai uskō kyā kahtē haĩ ?
50Or, are you subjects? 51Generally, what is a worthy child called?
53Rājā bachchē kahtē haĩ nā .
52He is called a childking, is he not?
54Tō āp kaun hō ?
53So, who are you?
55Rājā bachchē hō ki adhīn bachchē hō ?
54Are you kingly children or children who are dependent?
56Adhikārī ātmāyē̃ hō nā .
55You are souls who have a right, are you not?
57Tō yah śhaktiyā̃ , yah guṇ yah sab āpkē sēvādhārī haĩ , āhvān karō aur hājar .
56So, these powers and these virtues are all your servers. 57Invoke them and they become present in front of you.
58Jō kamzōr hōtā hai vah śhaktiśhālī śhastra hōtē huē bhī kamzōrī K|kē kāraṇ hār jātē haĩ .
58Because of having weaknesses those who are powerful become defeated even whilst having powerful weapons. 59Are you weak?
59Āp kamzōr hō kyā ? 60Bahādur bachchē hō nā !
60You are courageous children, are you not?
61Sarvśhaktivān K|kē bachchē kamzōr hō̃ tō sab lōg kyā kahē̃gē ?
61What would everyone say if the children of the Almighty Authority were weak?
62Achchhā lagēgā ?
62Would it look good?
63Tō āhvān karnā , order karnā sīkhō .
63So learn how to invoke them and order them.
64Lēkin sēvādhārī order kiskā mānēgā ?
64However, whose orders would a server obey?
65Jō mālik hōgā .
65Those of someone who is the master.
66Mālik svayã sēvādhārī ban gayē , mēhnat karnē vālē tō sēvādhārī hō gayē nā .
66The master himself becomes a server. 67Someone who has to labour is a server, is he not?
67Man key|kī mēhnat sē ab chhūṭ gayē ! 68Śharīr K|kē mēhnat key|kī yagya sēvā alag bāt hai . 69Vah bhī yagya sēvā K|kē mahatva kō jānnē sē mēhnat nahī̃ lagtī hai . 70Jab madhuban mē̃ samparka vālī ātmāyē̃ ātī haĩ aur dēkhtī haĩ itnī saṅkhyā key|kī ātmāō̃ kā bhōjan bantā hai aur sab kārya hōtā hai tō dēkh-dēkh kar samajhtī haĩ yah itnā hārḍavarka kaisē kartē haĩ !
68Have you now become free from the labour of the mind?
71Unhō̃ kō baṛā āśhcharya lagtā hai . 72Itnā baṛā kārya kaisē hō rahā hai !
69Labouring physically through the body for serving the yagya is a different matter.
73Lēkin karnē vālē aisē baṛē kārya kō bhī kyā samajhtē haĩ ? 74Sēvā K|kē mahatva K|kē kāraṇ yah tō khēl lagtā hai .
70That too will not seem like labour when you understand the importance of service of the yagya.
75Mēhnat nahī̃ lagtī . 76Aisē mahatva K|kē kāraṇ bāp sē muhabbat hōnē K|kē kāraṇ mēhnat kā rūp badal jātā hai . 77Aisē man key|kī mēhnat sē ab chhūṭnē kā samay ā gayā hai .
71When contact souls come to Madhuban and they see how food is prepared for so many people and, at the same time, everything else is also going on, they wonder how you are able to do such hard work.
78Dvāpar sē ḍhū̃ṛhanē key|kī , taṛapanē key|kī , pukārnē key|kī , man key|kī mēhnat kartē āyē hō .
72They are very amazed at how such a big task is being carried out.
79Man key|kī mēhnat K|kē kāraṇ dhan kamānē key|kī bhī mēhnat baṛhtī gaī .
73However, what do those who are doing this consider even that big task to be?
80Āj kisē bhī pūchhō tō kyā kahtē haĩ ?
74Because of the importance of service, all of that seems like a game.
81Dhan kamānā māsī kā ghar nahī̃ hai .
75It doesn’t seem like labour.
82Man key|kī mēhnat sē dhan key|kī kamāī kī bhī mēhnat baṛhā dī . 83Aur tan tō ban hī gayā rōgī .
76The form of labour changes because of knowing this importance and because of loving the Father.
84Isliē tan K|kē kārya mē̃ bhī mēhnat , man key|kī bhī mēhnat , dhan key|kī bhī mēhnat .
77So now, the time has come to become free from the labour of the mind.
85Sirph itnā hī nahī̃ lēkin āj parivār mē̃ pyār nibhānē mē̃ bhī mēhnat hai .
78From the copper age onwards, you laboured through the mind searching, being desperate and calling out.
86Kabhī ēk rūstā hai , kabhī dūsrā … phir uskō manānē key|kī mēhnat mē̃ lagē rahtē .
79Because of the labour of the mind, the labour for earning money also increased. 80What does anyone you ask today say?
87Āj tērā hai , kal tērā nahī̃ phērā ā jātā hai .
81Earning money is not like going to your aunty’s home!
88Tō sab prakār key|kī mēhnat karkē thak gayē thē nā . 89Tan sē , man sē , dhan sē , sambandh sē , sabsē thak gayē .
82With the labour of the mind, you also increased the labour for earning money, and the body became diseased.
90Bāpdādā pahlē man key|kī mēhnat samāpt kar dētē . 91Kyōṅki bīj hai - man .
83This is why there is labour in doing anything with the body.
92Man key|kī mēhnat tan key|kī , dhan key|kī mēhnat anubhav karātī hai .
84There is labour of the mind and labour for money.
93Jab man ṭhīk nahī̃ hōgā tō kōī kārya hōgā tō kahē̃gē āj yah hōtā nahī̃ .
85Not just that, but today, there is also labour in fulfilling the responsibility of love to the family.
94Bīmār hōgā nahī̃ lēkin samajhēgā mujhē 1030 bukhār hai .
86Sometimes one person sulks, sometimes another person sulks.
95Tō man key|kī mēhnat tan key|kī mēhnat anubhav karātī hai . 96Dhan mē̃ bhī aisē hī hai .
87And then you remain engaged in cajoling that person and trying to make it up with him.
97Man thōṛā bhī kharāb hōgā , kahē̃gē bahut kām karnā paṛtā hai . 98Kamānā baṛā muśhkil hai .
88Today, something is yours and tomorrow, that would not be yours, it would be vice versa.
99Vāyumaṇḍal kharāb hai . 100Aur jab man khuśh hōgā tō kahē̃gē kōī baṛī bāt nahī̃ .
89So, you became tired of labouring in all of those things, did you not?
101Kām vahī hōgā lēkin man key|kī mēhnat dhan key|kī mēhnat bhī anubhav karātī hai .
90You were tired with the body, with the mind, with wealth and with relationships.
102Man key|kī kamzōrī vāyumaṇḍal key|kī kamzōrī mē̃ lātī hai .
91First of all BapDada ends the labour of the mind because the seed is the mind.
103Bāpdādā bachchō̃ K|kē man key|kī mēhnat nahī̃ dēkh saktē . 10463 janm mēhnat key|kī .
92Labour of the mind makes you experience labouring with the body and for money.
105Ab ēk janm maujō̃ kā janm hai , muhabbat kā janm hai , prāptiyō̃ kā janm hai , vardānō̃ kā janm hai .
93When the mind is not right, then, when it comes to carrying out a task, you would say that you are unable to do it that day.
106Madad lēnē kā , madad milnē kā janm hai . 107Phir bhī is janm mē̃ bhī mēhnat kyō̃ ?
94You wouldn’t be ill, but you would feel that you have a fever of 103 degrees.
108Tō ab mēhnat kō muhabbat mē̃ parivartan karō . 109Mahatva sē khatm karō .
95So, labour of the mind makes you experience labouring with the body.
110Āj bāpdādā āpas mē̃ bahut chit-chat kar rahē thē , bachchō̃ key|kī mēhnat par . 111Kyā kartē haĩ , bāpdādā muskarā rahē thē ki man key|kī mēhnat kā kāraṇ kyā bantā hai , kyā kartē haĩ ? 112Ṭēṛhē bā̃kē , bachchē paidā kartē , jiskā kabhī mũh nahī̃ hōtā , kabhī ṭāṅg nahī̃ , kabhī bā̃h nahī̃ hōtī . 113Aisē vyarth key|kī vaṅśhāvalī bahut paidā kartē haĩ aur phir jō rachnā key|kī tō kyā karē̃gē ?
96It is the same with money.
114Uskō pālnē K|kē kāraṇ mēhnat karnī paṛtī . 115Aisī rachnā rachnē K|kē kāraṇ jyādā mēhnat kar thak jātē haĩ aur dilśhikasta bhī hō jātē haĩ .
97If the mind is a little unwell, you would say that you have to work a lot, that it is very difficult to earn money or that the atmosphere is bad.
116Bahut muśhkil lagtā hai . 117Hai achchhā lēkin hai baṛā muśhkil .
98However, when the mind is happy, you would say that nothing is a big deal.
118Chhōṛnā bhī nahī̃ chāhtē aur uṛnā bhī nahī̃ chāhtē . 119Tō kyā karnā paṛēgā ?
99It is the same work, but the labour of the mind would also make you experience labouring through the body.
120Chalnā paṛēgā . 121Chalnē mē̃ tō jarūr mēhnat lagēgī nā .
100Weakness of the mind brings about weakness in the atmosphere.
122Isliē ab kamzōr rachnā band karō tō man key|kī mēhnat sē chhūṭ jāyēṅgē̃ .
101BapDada cannot bear to see the children labouring with the mind.
123Phir hansī key|kī bāt kyā kahtē haĩ ?
102You have laboured for 63 births.
124Bāp kahtē yah rachnā kyō̃ kartē , tō jaisē ājkal K|kē lōg kahtē haĩ nā - kyā karē̃ īśhvar dē dētā hai .
103Now, this one birth is a birth of pleasure, it is a birth of love, a birth of attainment, a birth of blessings.
125Dōṣh sārā īśhvar par lagātē haĩ , aisē yah vyarth rachnā par kyā kahtē ?
104It is a birth of taking, receiving help. 105So, then, why is there labour even in this birth?
126Ham chāhtē nahī̃ haĩ lēkin māyā ā jātī hai .
106Therefore, now transform labour into love.
127Hamārī chāhnā nahī̃ hai lēkin hō jātā hai .
107Finish it by knowing the importance of this.
128Isliē sarvśhaktivān bāp K|kē bachchē mālik banō . 129Rājā banō . 130Kamzōr arthāt adhīn prajā .
108Today, Bap and Dada were having a lot of chitchat between themselves about the labouring of the children.
131Mālik arthāt śhaktiśhālī rājā . 132Tō āhvān karō mālik ban karkē . 133Svasthiti K|kē śhrēṣhṭh siṃhāsan par baiṭhō .
109Bap and Dada were smiling about what you were doing, about the reason for the labour of the mind and what you do.
134Siṃhāsan par baiṭh K|kē śhakti rūpī sēvādhāriyō̃ kā āhvān karō . 135Order dō . 136Hō nahī̃ saktā ki āpkē sēvādhārī āpkē order par na chalē̃ .
110You create all types of children, handicapped children, who sometimes don’t even have a face or a leg or an arm.
137Phir aisē nahī̃ kahē̃gē kyā karē̃ sahan śhakti na hōnē K|kē kāraṇ mēhnat karnī paṛtī hai . 138Samānē key|kī śhakti cum|kam thī isliē aisā huā .
111You create a progeny of waste and then, because you have created that creation, what would you do?
139Āpkē sēvādhārī samay par kārya mē̃ na āvē̃ tō sēvādhārī kyā huē ? 140Kārya pūrā hō jāē phir sēvādhārī āvē̃ tō kyā hōgā ! 141Jiskō svayã samay kā mahatva hai uskē sēvādhārī bhī samay par mahatva jān hājar hōṅgē . 142Agar kōī bhī śhakti vā guṇ samay par emerge nahī̃ hōtā hai tō issē siddha hai ki mālik kō samay kā mahatva nahī̃ hai .
112You have to labour to sustain it.
143Kyā karnā chāhiē ? 144Siṃhāsan par baiṭhnā achchhā yā mēhnat karnā achchhā ? 145Abhī ismē̃ samay dēnē key|kī āvaśhyaktā nahī̃ hai .
113Because of creating such a creation, you have to labour a lot more and you then become tired and also disheartened.
146Mēhnat karnā ṭhīk lagtā yā mālik bannā ṭhīk lagtā ? 147Kyā achchhā lagtā hai ? 148Sunāyā nā - iskē liē sirph yah ēk abhyās sadā kartē rahō - nirākār sō sākār K|kē ādhār sē yah kārya kar rahā hū̃ . 149 karāvanhār ban karmēndriyō̃ sē karāō .
114You then find it very difficult.
150Apnē nirākārī vāstavik svarūp kō smr̥iti mē̃ rakhē̃gē tō vāstavik svarūp K|kē guṇ śhaktiyā̃ svataḥ hī emerge hōṅgē . 151Jaisā svarūp hōtā hai vaisē guṇ aur śhaktiyā̃ svataḥ hī karma mē̃ ātē haĩ . 152Jaisē kanyā jab mā̃ ban jātī hai tō mā̃ K|kē svarūp mē̃ sēvā bhāv , tyāg , snēh , athak sēvā ādi guṇ aur śhaktiyā̃ svataḥ hī emerge hōtī haĩ nā . 153Tō anādi avināśhī svarūp yād rahnē sē svataḥ hī yah guṇ aur śhaktiyā̃ emerge hōṅgē .
115“It is very good, but it is very difficult.”
154Svarūp smr̥iti sthiti kō svataḥ hī banātā hai .
116You don’t want to let go and you don’t want to fly.
155Samjhā kyā karnā hai !
117So what will have to be done?
156Mēhnat śhabda kō jīvan sē samāpt kar dō .
118You will have to walk.
157Muśhkil mēhnat K|kē kāraṇ lagtā hai .
119And walking will definitely take effort.
158Mēhnat samāpt tō muśhkil śhabda bhī svataḥ hī samāpt hō jāyēgā . 159Achchhā
120So, now, stop creating a weak creation and you will be liberated from the labour of the mind.
160Sadā muśhkil kō sahaj karnē vālē , mēhnat kō muhabbat mē̃ badalnē vālē , sadā sva-svarūp key|kī smr̥iti dvārā śhrēṣhṭh śhaktiyō̃ aur guṇō̃ kō anubhav karnē vālē , sadā bāp kō snēh kā respond dēnē vālē , bāp samān bannē vālē , sadā śhrēṣhṭh smr̥iti K|kē śhrēṣhṭh āsan par sthit hō mālik ban sēvādhāriyō̃ dvārā kārya karānē vālē , aisē rājē bachchō̃ kō , mālik bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē . 161 162Personal mulākāt - ( vidēśhī bhāī-bahanō̃ sē ) ( 1 ) sēvā , bāp kē sāth kā anubhav karātī hai . 163Sēvā par jānā mānā sadā bāp kē sāth rahnā .
121What amusing things do you then say?
164Chāhē sākār rūp mē̃ rahē̃ , chāhē ākār rūp mē̃ .
122The Father is asking why you create such a creation.
165Lēkin sēvādhārī bachchō̃ kē sāth , bāp sadā sāth hai hī hai .
123You say the same as people nowadays say: What can I do when God gives that?
166Karāvanhār karā rahā hai , chalānē vālā chalā rahā hai aur svayã kyā kartē haĩ ?
124You put all the blame on God. 125What do you say about this wasteful creation?
167Nimitt ban khēl khēltē rahtē haĩ .
126I didn’t want it, but Maya came.
168Aisē hī anubhav hōtā hai nā ?
127I don’t want it, but it happens.
169Aisē sēvādhārī saphaltā K|kē adhikārī ban jātē haĩ .
128Therefore, become masters, the children of the Almighty Authority.
170Saphaltā janma-siddh adhikār hai , saphaltā sadā hī mahān puṇyātmā bannē kā anubhav karātī hai . 171Mahān puṇya ātmā bannē vālō̃ kō anēk ātmāō̃ key|kī āśhīrvād key|kī lift miltī hai . 172Achchhā 173Abhī tō vah bhī din ānā hī hai jab sabkē mukh sē - ēk haĩ , ēk hī haĩ yah gīt nikalē̃gē .
129Become kings.
174Bas drama kā yahī part rahā huā hai .
130Weak means dependent subjects.
175Yah huā aur samāpti huī .
131A master means a powerful king.
176Ab is part kō samīp lānā hai .
132So be a master and invoke.
177Iskē liē anubhav karānā hī viśhēṣh ākarṣhaṇ kā sādhan hai .
133Sit on the elevated throne of your original stage.
178Gyān sunātē jāō aur anubhav karātē jāō .
134Sit on the throne and invoke the powers, your servers.
179Gyān sirph sunnē sē santuṣhṭ nahī̃ hōtē lēkin gyān sunātē huē anubhav bhī karātē jāō tō gyān kā bhī mahatva hai aur prāpti K|kē kāraṇ āgē utsāh mē̃ bhī ā jātē haĩ . 180Un sabkē bhāṣhaṇ tō sirph knowledgeful hōtē haĩ . 181Āp lōgō̃ K|kē bhāṣhaṇ siārpha knowledgeful nahī̃ hō̃ lēkin anubhav key|kī authority vālē hō̃ . 182Aur anubhavō̃ key|kī authority sē bōltē huē anubhav karātē jāō .
135Order them!
183Jaisē kōī-kōī jō achchhē speaker hōtē haĩ , vah bōltē huē rūlā bhī dētē haĩ , haṅsā bhī dētē haĩ .
136It is then not possible that your servers would not follow your orders. 137Then you would not say, “What can I do?
184Śhānti mē̃ , silence mē̃ bhī lē jāyēṅgē .
138Because of not having the power to tolerate, I have to labour.”
185Jaisī bāt karē̃gē vaisā vāyumaṇḍal hall|hāl kā banā dētē haĩ .
139“This happened because I lacked the power to accommodate.”
186Vah tō huē temporary . 187Jab vah kar saktē haĩ tō āp master sarvśhaktivān kyā nahī̃ kar saktē .
140If your servers are not useful to you when you need them, what type of servers are they?
188Kōī śhānti bōlē tō śhānti kā vātāvaraṇ hō , ānand bōlē tō ānand kā vātavaraṇ hō .
141What would happen if your servers arrived when the task was over?
189Aisē anubhūti karānē vālē bhāṣhaṇ , pratyakṣhatā kā jhaṇḍā laharāyēṅgē . 190Kōī tō viśhēṣhtā dēkhē̃gē nā . 191Achchhā - samay svataḥ hī śhaktiyā̃ bhar rahā hai .
142When someone gives that importance to time, then his servers would also be present at the right time, knowing the importance of time.
192Huā hī paṛā hai , sirph repeat karnā hai . 193U|you . K|kē . group sē - sadā apnē kō sikīladhē samajhtē hō nā .
143If any power or virtue doesn’t emerge at the right time, it proves that the master doesn’t know the importance of time.
194Sadā bāp K|kē sik va prēm kā viśhēṣh anubhav hōtā hai nā ! 195Jis sik va prēm sē bāp nē apnā banāyā aisē sik va prēm sē āpnē bhī bāp kō apnā banāyā hai nā ! 196Dōnō̃ kā snēh kā avināśhī pakkā saudā hō gayā . 197Aisē saudā karnē vālē saudāgar vā vyāpārī hō nā !
144So, what should you do?
198Aisā saudā sārī duniyā mē̃ kōī kar nahī̃ saktā . 199Kitnā sahaj saudā hai .
145Is it good to sit on the throne or is it good to labour?
200Dō śhabdō̃ kā saudā hai lēkin hai amar .
146Now, there is no need to give time to this.
201Dō śhabda kaun sē haĩ ? 202Āpnē kahā tērā aur bāp nē kahā mērā .
147Do you like labouring or do you like being a master?
203Bas saudā hō gayā .
148Which do you prefer?
204Tērā aur mērā in dō śhabdō̃ mē̃ avināśhī saudā hō gayā . 205Aur kuchh dēnā nahī̃ paṛtā . 206Dēnā bhī na paṛē aur saudā bhī baṛhiyā hō jāē̃ tō aur kyā chāhiē ! 207Sab kuchh mil gayā hai nā .
149You were told that for this, simply constantly continue with the one practice: “I, the incorporeal, am carrying out this task with the support of the corporeal.”
208Aisē samjhā thā ki ghar baiṭhē itnā sahaj saudā bhagvān sē karē̃gē . 209Sōchā thā !
150Become karavanhar and make it happen through your physical organs.
210Tō jō saṅkalp mē̃ bhī nahī̃ thā vah practical karma mē̃ hō gayā . 211Yah khuśhī hai nā ? 212Sabsē jyādā khuśhī kiskō hai ?
151If you keep your real, incorporeal form in your awareness, the virtues and powers of the real form will automatically emerge.
213Viśhēṣhtā yahī hai jō harēk kahtā - hamē̃ jyādā khuśhī hai . 214Pahlē maĩ .
152As your form, so the virtues and powers of that form automatically come into action.
215Aisē nahī̃ inhē̃ hai hamē̃ nahī̃ . 216Yah bhī race hai , īrṣhyā nahī̃ . 217Ismē̃ harēk ēk dō sē āgē baṛhō . 218Chance hai āgē baṛhnē kā .
153When a kumari becomes a mother, then, in the form of a mother, the virtues, such as serving, renunciation, love and tireless service and all powers emerge automatically.
219Jitnā āgē baṛhnē chāhō utnā baṛh saktē hō . 220Tō sab pakkē saudāgar banō .
154So, by remembering your eternal and imperishable form, these virtues and powers will automatically emerge.
221Kachchā saudā karē̃gē tō nuksān apnē kō hī karē̃gē .
155The form automatically creates the awareness and the stage.
222Sadā svayã kō samāyā huā anubhav kartē hō ?
156Do you understand what you have to do?
223Bāp K|kē nayanō̃ mē̃ , dil mē̃ samāyā huā .
157Finish the word “labour” in your life.
224Jō samāyē rahtē haĩ vah duniyā sē pār rahtē haĩ .
158You find something to be difficult because you have to labour.
225Unhē̃ anubhav hōtā ki bāp hī sārī duniyā hai .
159When labour ends, the word “difficult” will also end automatically.
226Svapn mē̃ bhī purānī duniyā key|kī ākarṣhaṇ ākarṣhit nahī̃ kar saktī hai . 227Aisē samāyē huē kō kisī bhī bāt mē̃ muśhkil kā anubhav nahī̃ hō saktā . 228Vah duniyā sē khōyā huā hai . 229Avināśhī sarv prāpti prāpt kiyā huā hai .
160Achcha.
230Sadā dil mē̃ ēk hī dilārām rahtā , aisī samāī huī ātmā sadā saphal hai hī . 231France K|kē bhāī-bahinō̃ sē - sadā apnē kō śhaktiśhālī ātmā samajhkar āgē baṛhnā aur aurō̃ kō āgē baṛhānā - yahī lakṣhya hai nā . 232Bāpdādā her|har bachchē kō viśhēṣh ātmā K|kē rūp mē̃ dēkhtē haĩ . 233Aisē hī āp sabhī apnī viśhēṣhatāō̃ kō jān , viśhēṣhtā kō kārya mē̃ lagāē āgē baṛh rahē hō nā ?
161To those who constantly make the difficult easy, to those who change labour into love, to those who experience their elevated powers and virtues through the awareness of their original form, to those who always give the Father the response of love, to those who become equal to the Father, to those who always sit on the elevated seat of an elevated awareness and as a master carry out a task through their servers, to such kingly children, masterchildren, BapDada’s love, remembrance and namaste.
234Sārē viśhva mē̃ sē kitnī ātmāyē̃ bāp key|kī banī haĩ !
162BapDada meeting doubleforeign brothers and sisters personally:
235Viśhēṣh hō tab kōṭō̃ mē̃ kōī , kōī mē̃ kōī ātmā bāp key|kī banī hō .
163Service enables you to experience the Father’s company.
236Bāpdādā aisī viśhēṣhtā sampann ātmāō̃ mē̃ śhrēṣhṭh āśhāyē̃ rakhtē haĩ - bāpdādā sadā bachchō̃ kō svaunnati aur sēvā key|kī unnati mē̃ āgē dēkhtē haĩ .
164To go on service means to stay constantly in the Father’s company. 165Whether you remain in the corporeal form or the subtle form, the Father is always with the server children.
237Sadā bāp mērē dvārā kyā chāhtē haĩ-yah yād rakhō tō bāp aur sēvā sadā sāmnē rahēgī .
166Karavanhar is making you do it, the One making everyone move is making you move, and what do you do?
238Aur bāp tathā sēvā sāmnē rahnē sē saphaltā hai hī .
167You become an instrument and play the games.
239Bāpdādā bachchō̃ K|kē dil key|kī bātē̃ rōj sunātē haĩ , aur dil kā respond dil vālō̃ kō miltā bhī hai aur miltā bhī rahēgā .
168You have this experience, do you not? 169You are such servers who claim a right to success, are you not? 170Success is your birthright.
240Brājīl - jitnā dēśh K|kē hisāb sē dūr hai utnā dil sē samīp hai .
171Success constantly gives you the experience of being a great, charitable soul.
241Sabsē samīp tē samīp rahnē vālē arthāt sadā diltakhtanaśhīn .
172Those who are to become great charitable souls receive the lift of blessings from everyone. 173Achcha.
242Jō abhī dilakhtanaśhīn haĩ vah janm-janm takhtnaśhīn ātmā ban jātē haĩ . 243Aisē adhikārī hō nā !
174Now, the day will also come when the song will emerge from everyone’s lips, “There is just the One, this is the only One.”
244Jab jān liyā ki aisā bāp , aisī prāpti sārē kalp mē̃ kabhī nahī̃ hō saktī , abhī hōtī hai tō apnē kō sadākāl kē liē adhikārī ātmā samajh āgē baṛhtē rahē̃gē .
175Just this part in the drama is still left. 176As soon as this happens, completion will take place. 177Now, you have to bring this part close.
245Sadā diltakhtanaśhīn haĩ arthāt yād mē̃ samāyē huē haĩ .
178To give this experience is the special way to attract.
246Dil mē̃ samāyē huē mānā kabhī bāp sē alag nahī̃ hō saktē .
179Continue to give them knowledge and give them an experience.
247Jitnā bachchē yād kartē haĩ ussē padmaguṇā bāp return mē̃ yād kartē haĩ . 248Bachchō̃ kō yād K|kē return mē̃ snēh , sahyōg dētē rahtē haĩ .
180They aren’t content just to listen to knowledge, but whilst they are listening to knowledge, also continue to give them an experience.
249Jō sadā bāp kī yād K|kē sājō̃ mē̃ busy rahtē haĩ vah māyā K|kē sājō̃ sē free hō jātē haĩ .
181Then, they would have the importance of knowledge and because of attainment, they would also feel that zeal and enthusiasm.
250Jō knowledgeful haĩ vah kabhī fail nahī̃ hō saktē haĩ .
182Those people’s lectures are just knowledgefull.
251Vidāī K|kē samay dādī jānkī jī sē bāpdādā key|kī mulākāt - dēkh-dēkh harṣhit hōtī rahtī hō !
183Your lectures should not be just knowledgefull, but they should also have the authority of experience.
252Sabsē jyādā khuśhī ananya bachchō̃ kō hai nā ! 253Jō sadā hī khuśhiyō̃ K|kē sāgar mē̃ laharātē rahtē haĩ .
184So, speaking with the authority of experience, continue to give them an experience.
254Sukh K|kē sāgar mē̃ , sarv prāptiyō̃ K|kē sāgar mē̃ laharātē hī rahtē haĩ , vah dūsrō̃ kō bhī usī sāgar mē̃ laharātē haĩ .
185For instance, those who are good speakers can make people cry or even laugh when they speak. 186In silence, they take them into silence.
255Sārā din kyā kām kartī hō ? 256Jaisē kōī kō sāgar mē̃ nahānā nahī̃ ātā hai tō kyā kartē ?
187They make the atmosphere of the hall the same as that which they are speaking about.
257Hāth pakaṛkar nahlātē haĩ nā !
188That is only temporary.
258Yahī kām kartī hō , sukh mē̃ laharāō , khuśhī mē̃ laharāō … aisē kartī rahtī hō nā !
189Since they are able to do it, then what can you master almighty authorities not achieve?
259Busy rahnē kā kārya achchhā mil gayā hai . 260Kitnā busy rahtī hō ?
190When someone says “peace” there should be the atmosphere of peace.
261Phursat hai ? 262Isī mē̃ sadā busy haĩ , tō dūsrē bhī dēkh follow kartē haĩ .
191When someone says “bliss” there should be the atmosphere of bliss.
263Bas , yād aur sēvā K|kē sivāē aur kuchh dikhāī nahī̃ dētā .
192Lectures that give such an experience will hoist the flag of revelation.
264Automatically buddhi yād aur sēvā mē̃ hī jātī hai aur kahā̃ jā nahī̃ saktī .
193They have to see some speciality. 194Achcha. 195Time is automatically filling you with powers.
265Chalānā nahī̃ paṛtā , chaltī hī rahtī hai .
196It is already accomplished, you just have to repeat it. 197Achcha.
266Iskō kahtē haĩ - sīkhē huē sikhā rahē haĩ . 267Achchhā kām dē diyā hai nā .
198Blessing: May you be an altruistic server and serve whilst remaining free from any royal limited desires.
268Bāp hōśhiyār banākar gayē haĩ nā . 269Ḍhīlāḍhālā tō nahī̃ chhōṛkar gayē .
199Father Brahma gave the proof of being free from the bondage of karma and of being detached.
270Hōśhiyār banākar , jagah dēkar gayē haĩ .
200He didn’t have any bondages except those of service and love.
271Sāth tō haĩ hī lēkin nimiīntta tō banāyā nā . 272Hōśhiyār banākar seat diyā hai .
201Royal limited desires that you have in service also tie you in the bondage of karmic accounts.
273Yahā̃ sē hī seat dēnē key|kī rasm śhurū huī hai .
202A true server remains free from even this karmic account.
274Bāp sēvā kā takht vā sēvā key|kī seat dēkar āgē baṛhē , abhī sākṣhī hōkar dēkh rahē haĩ , kaisē bachchē āgē sē āgē baṛh rahē haĩ .
203Just as there is bondage of the body and of bodily relationships, similarly, selfish motives in service are also a bondage.
275Sāth kā sāth bhī hai , sākṣhī kā sākṣhī bhī . 276Dōnō̃ hī part bajā rahē haĩ .
204Become an altruistic server who is free from this bondage and also from royal karmic accounts.
277Sākār rūp mē̃ sākṣhī kahē̃gē , avyakt rūp mē̃ sāthī kahē̃gē .
205Slogan: Do not keep your promises in a file, but demonstrate how to become the final form.
278Dōnō̃ hī part bajā rahē haĩ . 279Achchhā -
206* * * O M S H A N T I* * *