गुरुवार 21 मार्च 1985 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 121-03-85 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 21-03-85 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Svadarśhan chakra sē vijay chakra key|kī prāpti
1Attaining the medal of victory with the discus of selfrealisation.
3Sarvśhaktivān , gyānsāgar śhivbābā apnē svadarśhan chakradhārī bachchō̃ prati bōlē
2Today, BapDada, in His form of the Commander of the spiritual army, is seeing His spiritual army.
4Āj bāpdādā rūhānī sēnāpati K|kē rūp mē̃ apnī rūhānī sēnā kō dēkh rahē haĩ .
3In this spiritual army, He is seeing who the mahavirs are and what powerful weapons they are carrying.
5Is rūhānī sēnā mē̃ kaun sē , kaun sē mahāvīr haĩ , kaun sē śhaktiśhālī śhastra dhāraṇ kiyē huē haĩ . 6Jaisē jismānī śhastradhārī din pratidin ati sūkṣhma aur tīvragati K|kē śhakti sampann sādhan banātē jātē haĩ , aisē rūhānī sēnā ati sūkṣhma śhaktiśhālī śhastradhārī banī hai ? 7Jaisē vināśhkārī ātmāō̃ nē ēk sthān par baiṭhē huē kitnē mile dūr vināśhkārī rējaj dvārā vināśh karānē kē liē sādhan banā liē haĩ .
4Just as those with physical weapons continue to make weapons daily that are extremely subtle and have a very powerful speed, in the same way, has the spiritual army become those who hold the extremely subtle and powerful weapons? 5Souls who are to bring about destruction have already made such weapons that they will bring about destruction with through their rays, even whilst they themselves are sitting at home miles away.
8Vahā̃ jānē key|kī bhī āvaśhyaktā nahī̃ .
6They won’t need to go there.
9Dūr baiṭhē niśhānā lagā saktē haĩ .
7Sitting at a distance, they are able to hit their target.
10Aisē rūhānī sēnā sthāpanākārī sēnā hai . 11Vah vināśhkārī , āp sthāpanākārī hō .
8Similarly, is the spiritual army such an army carrying out construction?
12Vah vināśh K|kē plan sōchtē āp naī rachnā K|kē , viśhva-parivartan K|kē plan sōchtē .
9They are those who bring about destruction and you are those who carry out construction.
13Sthāpanākārī sēnā , aisē tīvragati K|kē rūhānī sādhan dhāraṇ kar liē hai ?
10They think of plans for destruction and you think of plans for the new creation and for world transformation.
14Ēk sthān par baiṭhē jahā̃ chāhō vahā̃ rūhānī yād kī rēj ( kiraṇō̃ ) dvārā kisī bhī ātmā kō touch kar saktē hō . 15Parivartan śhakti itnī tīvragati key|kī sēvā karnē liē taiyār hai ?
11You, the army carrying out construction, have you adopted spiritual means of an equally fast speed? 12Whilst sitting in one place, are you able to touch any soul wherever that soul may be through the rays of spiritual remembrance?
16Knowledge arthāt śhakti sabhī kō prāpt hō rahī hai nā .
13Is your power of transformation ready to work at such a fast speed?
17Knowledge key|kī śhakti dvārā aisē śhaktiśhālī śhastradhārī banē hō ? 18Mahāvīr banē hō vā vīr banē hō ?
14All of you are receiving knowledge, that is, power. 15With the power of knowledge, have you become those who have powerful weapons?
19Vijay kā chakra prāpt kar liyā hai ?
16Have you become mahavirs (great warriors) or virs (warriors)?
20Jismānī sēnā kō anēk prakār K|kē chakra inām mē̃ miltē haĩ .
17Have you attained the discus of victory? 18A physical army receives many types of medal as awards.
21Āp sabhī kō saphaltā kā inām vijay-cakra milā hai ?
19Have all of you received the medal of victory as the award of success?
22Vijay prāpt huī paṛī hai !
20Victory is already guaranteed.
23Aisē niśhchay buddhi mahāvīr ātmāyē̃ vijay chakra K|kē adhikārī haĩ .
21Mahavir souls who have such faith in the intellect have a right to the medal of victory.
24Bāpdādā dēkh rahē thē ki kiskō vijay-cakra prāpt hai !
22BapDada was seeing who have attained their medals of victory.
25Svadarśhan-chakra sē vijay chakra prāpt kartē hō .
23You attain the medal of victory with the discus of selfrealisation.
26Tō sabhī śhastradhārī banē hō nā !
24So, have all of you become those who are holding weapons?
27In rūhānī śhastrō̃ kā yādgār sthūl rūp mē̃ āpkē yādgār chitrō̃ mē̃ dikhāyā hai .
25The memorial of these spiritual weapons has been shown physically in the images of your memorial.
28Dēviyō̃ K|kē chitrō̃ mē̃ śhastradhārī dikhātē haĩ nā .
26The images of the goddesses show them holding weapons.
29Pāṇḍavō̃ kō bhī śhastradhārī dikhātē haĩ nā .
27The Pandavas are also shown holding weapons, are they not?
30Yah rūhānī śhastra arthāt rūhānī śhaktiyā̃ sthūl śhastra rūp mē̃ dikhā dī haĩ .
28The spiritual weapons, that is, the spiritual powers, have been shown in the form of weapons.
31Vāstav mē̃ sabhī bachchō̃ kō bāpdādā dvārā ēk hī samay ēk jaisī knowledge key|kī śhakti prāpt hōtī hai .
29In fact, all you children receive from BapDada the same power of knowledge at the same time.
32Alag-alag knowledge nahī̃ dētē phir bhī number-vār kyō̃ bantē haĩ ?
30He doesn’t give different knowledge to each one, and so why do you become numberwise?
33Bāpdādā nē kabhī kisī kō alag paṛhāyā hai kyā ?
31Has BapDada ever taught anyone separately?
34Ikaṭhṭhā hī paṛhāī paṛhātē haĩ nā .
32He teaches all of you at the same time, does He not?
35Sabhī kō ēk hī paṛhāī paṛhātē haĩ nā , ki kisī group kō kōī paṛhāī paṛhātē , kiskō kōī !
33He teaches all of you the same study, does He not? 34Or, is it that He teaches one group one thing and another group something else?
36Yahā̃ 6 mās kā godly student hō yā 50 varṣh kā hō , ēk hī class mē̃ baiṭhtē haĩ .
35Here, whether you are a Godly student of 6 months or 50 years, you sit in the same class.
37Alag-alag baiṭhtē haĩ kyā ?
36Do you sit separately?
38Bāpdādā ēk hī samay ēk paṛhāī aur sabhī kō ikaṭhṭhā hī paṛhātā hai .
37BapDada teaches just the one study at the same time and to everyone at the same time.
39Agar kōī pīchhē bhī āyē haĩ tō jō pahlē paṛhāī chal chukī hai vahī paṛhāī āp sab abhī bhī paṛhātē rahtē hō .
38Even if some have come later, whatever study has already taken place, you continue to teach them that same study even now.
40Jō revise course chal rahā hai vahī āp bhī paṛh rahē hō ki purānō̃ kā course alag hai , āpkā alag hai ?
39You are also studying the revised course. 40Or, is it that the older ones have a different course from your course?
41Ēk hī course hai nā .
41It is the same course, is it not?
4240 varṣh vālō̃ kē liē alag murlī aur 6 mās vālō̃ kē liē alag murlī tō nahī̃ hai nā .
42It isn’t that the murli you have is different for those who have been here 40 years from the murli for those who have been here only 6 months, is it?
43Ēk hī murlī hai nā !
43It is the same murli, is it not?
44Paṛhāī ēk , paṛhānē vālā ēk , phir number-vār kyō̃ hōtē ?
44The study is the same, the Teacher is the same, and so why does it become numberwise?
45Vā sabhī number one haĩ ?
45Or, are all of you number one?
46Number kyō̃ bantē ?
46Why are numbers created?
47Kyōṅki paṛhāī bhalē sab paṛhtē haĩ lēkin paṛhāī kī arthāt gyān key|kī ēk-ēk bāt kō śhastra vā śhakti K|kē rūp mē̃ dhāraṇ karnā , aur gyān key|kī bāt kō point K|kē rūp mē̃ dhāraṇ karnā - ismē̃ antar hō jātā hai .
47It is because, even though everyone is studying, the difference between taking each point of the study or knowledge, in the form of a weapon or power, and just imbibing knowledge in the form of a point, creates the number.
48Kōī sunkar sirph pāiṇṭsa K|kē rūp mē̃ buddhi mē̃ dhāraṇ kartē haĩ .
48Some listen to this and simply imbibe it in their intellect in the form of a point.
49Aur un dhāraṇ kī huī pāiṇṭsa kā varṇan bhī bahut achchhā kartē haĩ .
49They even speak very well about the point they have imbibed.
50Bhāṣhaṇ karnē mē̃ course dēnē mē̃ majority hōśhiyār haĩ .
50The majority of you are clever in giving lectures and courses.
51Bāpdādā bhī bachchō̃ K|kē bhāṣhaṇ vā course karānā dēkh khuśh hōtē haĩ .
51BapDada is also pleased to see the way children give lectures and courses.
52Kaī bachchē tō bāpdādā sē bhī achchhā bhāṣhaṇ kartē haĩ . 53Pāiṇṭsa bhī bahut achchhī varṇan kartē haĩ lēkin antar yah hai-jñān kō pāiṇṭsa K|kē rūp mē̃ dhāraṇ karnā aur gyān key|kī ēk-ēk bāt kō śhakti K|kē rūp mē̃ dhāraṇ karanā-isamē̃ antar paṛ jātā hai .
52Some children even give better lectures than BapDada; they speak very good points. 53However, the difference is in imbibing knowledge as a point of knowledge and in imbibing every point of knowledge as a form of power.
54Jaisē drama key|kī pāiṇṭsa uṭhāō .
54For instance, take up the point of the drama.
55Yah bahut baṛā vijay prāpt karnē kā śhaktiśhālī śhastra hai .
55This is a very big and powerful weapon to enable you to gain victory.
56Jiskō drama K|kē gyān key|kī śhakti practical jīvan mē̃ dhāraṇ hai vah kabhī bhī halchal mē̃ nahī̃ ā saktā .
56Those who have imbibed the power of knowledge of the drama in their practical life can never shake.
57Sadā ēkras achal aḍōl bannē aur banānē key|kī viśhēṣh śhakti yah drama key|kī point hai .
57The special power to remain constantly stable, unshakeable and immovable is this point of the drama.
58Śhakti K|kē rūp mē̃ dhāraṇ karnē vālā kabhī hār nahī̃ khā saktā .
58Those who imbibe it as a power can never be defeated.
59Lēkin jō sirph point K|kē rūp mē̃ dhāraṇ kartē haĩ vah kyā kartē haĩ ?
59However, what do those who simply imbibe it as a point do?
60Drama key|kī point varṇan bhī karē̃gē .
60They even speak of the point of the drama.
61Halchal mē̃ bhī ā rahē haĩ aur drama key|kī point bhī bōl rahē haĩ .
61They come into upheaval and they still speak of the point of the drama!
62Kabhī-kabhī ā̃khō̃ sē ā̃sū bhī bahātē jātē haĩ !
62Sometimes, their eyes even continue to shed tears.
63Patā nahī̃ kyā hō gayā , patā nahī̃ kyā hai .
63“I don’t know what happened. 64I don’t know what happened.”
64Aur drama key|kī point bhī bōltē jātē haĩ .
65And they still continue to speak of the point of the drama!
65Hā̃ , vijayī tō bannā hī hai .
66“Yes, I have to become victorious.
66Hū̃ tō vijayī ratna .
67I am a victorious jewel anyway.
67Drama yād hai lēkin patā nahī̃ kyā hō gayā .
68I remember the drama, but I don’t know what happened!”
68Tō iskō kyā kahē̃gē ?
69So what would you call this?
69Śhakti K|kē rūp sē , śhastra K|kē rūp sē dhāraṇ kiyā vā sirph point K|kē rīti sē dhāraṇ kiyā ?
70Is it knowledge imbibed in the form of a power or weapon or is it imbibed simply as a point?
70Aisē hī ātmā kē prati bhī kahē̃gē - hū̃ tō śhaktiśhālī ātmā , sarv śhaktivān key|kī bachchī hū̃ lēkin yah bāt bahut baṛī hai . 71Aisī bāt kab hamnē sōchī nahī̃ thī .
71In the same way, it would also be said of the soul, “I am a powerful soul, I am the child of the Almighty Authority, but this situation is very big.
72Kahā̃ master sarvśhaktivān ātmā aur kahā̃ yah bōl ? 73Achchhē lagtē haĩ ?
72I never even thought something like this would happen.”
74Tō iskō kyā kahē̃gē ? 75Tō ēk ātmā kā pāṭh , param ātmā kā pāṭh , drama kā pāṭh , 84 janmō̃ kā pāṭh , kitnē pāṭh haĩ ?
73There is a vast difference between being a master almighty authority soul and speaking those words. 74Do you like them? 75So what would you call that?
76Sabhī kō śhakti arthāt śhastra K|kē rūp mē̃ dhāraṇ karnā arthāt vijayī bannā hai .
76So there is the lesson of the soul, the lesson of God, the lesson of the drama, the lesson of 84 births.
77Sirph point key|kī rīti sē dhāraṇ karnā tō kabhī point kām kartī bhī hai kabhī nahī̃ kartī . 78Phir bhī point K|kē rūp mē̃ bhī dhāraṇ karnē vālē sēvā mē̃ busy hōnē kāraṇ , aur pāiṇṭsa kā bār-bār varṇan karnē K|kē kāraṇ māyā sē safe rahtē haĩ . 79Lēkin jab kōī paristhiti vā māyā kā royal rūp sāmnē ātā hai tō sadā vijayī nahī̃ ban saktē haĩ . 80Vahī pāiṇṭsa varṇan kartē rahē̃gē lēkin śhakti na hōnē kāraṇ sadā māyājīt nahī̃ ban saktē haĩ .
77How many lessons are there?
81Tō samjhā number-vār kyō̃ bantē haĩ ? 82Ab yah check karō ki her|har gyān key|kī point śhakti K|kē rūp sē , śhastra K|kē rūp sē dhāraṇ kī ? 83Sirph gyānvān banē hō vā śhaktiśhālī bhī banē hō ?
78To imbibe all of them in the form of powers, that is, as weapons means to become victorious. 79If you simply imbibe them as points, then sometimes the point works and at other times it doesn’t.
84Knowledgeful kē sāth powerful bhī banē hō vā sirph knowledgeful banē hō ! 85Yathārth knowledge light aur might kā svarūp hai .
80Nevertheless, you imbibe them as points, and because you keep busy in service and repeat the points over and over again, you remain safe from Maya.
86Usī rūp sē dhāraṇ kiyā hai ? 87Agar samay par knowledge vijayī nahī̃ banātī hai tō knowledge kō śhakti rūp sē dhāraṇ nahī̃ kiyā hai .
81However, when any situation or royal form of Maya comes in front of you, you aren’t able to remain constantly victorious.
88Agar kōī yōddhā samay par śhastra kārya mē̃ nahī̃ lā sakē tō uskō kyā kahē̃gē ? 89Mahāvīr kahē̃gē ?
82You speak the same point but, because of not having power, you are unable to be a constant conqueror of Maya.
90Yah knowledge key|kī śhakti kisliē milī hai ?
83So, do you understand why you become numberwise?
91Māyājīt bannē kē liē milī hai nā ! 92Ki samay bīt jānē kē bād point yād karē̃gē , karnā tō yah thā , sōchā tō yah thā .
84Therefore, now check if you have imbibed every point of knowledge as a weapon or power.
93Tō yah check karō . 94Abhī force kā course kahā̃ tak kiyā hai !
85Have you just become knowledgefull or have you also become powerful?
95Course karānē kē liē sab taiyār hō nā !
86Together with being knowledgefull, have you also become powerful?
96Aisā kōī hai jō course nahī̃ karā saktā !
87Or have you just become knowledgefull?
97Sabhī karā saktē haĩ aur bahut pyār sē achchhē rūp sē course karātē hō .
88Accurate knowledge is the form of light and might. 89Have you imbibed it in that form?
98Bāpdādā dēkhtē haĩ ki bahut pyār sē , athak ban karkē , lagan sē kartē aur karātē hō .
90If knowledge doesn’t make you victorious at the right time, then you haven’t imbibed knowledge in the form of power.
99Bahut achchhē programmes kartē hō . 100Tan-man - dhan lagātē hō .
91If a warrior doesn’t use his weapons at the right time, what would you call him?
101Tab tō itnī vr̥iddhi huī hai .
92Would you call him a mahavir?
102Yah tō bahut achchhā kartē hō .
93Why have you received the power of knowledge?
103Lēkin abhī samay pramāṇ yah tō pās|pass kar liyā . 104Bachpan pūrā huā nā .
94You have received it to become a conqueror of Maya, have you not?
105Ab yuvā avasthā mē̃ hō vā vānaprasth mē̃ hō . 106Kahā̃ tak pahũchē hō ? 107Is group mē̃ majority nayē nayē haĩ .
95Or is it that you will remember the point after that time has passed: “I had to do this, I had thought this.”
108Lēkin vidēśh sēvā K|kē bhī 11-12 varṣh pūrē huē nā .
96Therefore, check to see to what extent you have done the course of force.
109Tō abhī bachpan nahī̃ . 110Abhī yuvā tak pahũch gayē hō .
97All of you are ready to give the course, are you not?
111Ab force kā course karō aur karāō .
98Is there anyone who is unable to give the course?
112Aisē bhī youth mē̃ śhakti bahut hōtī hai . 113Youth āyu bahut śhaktiśhālī hōtī hai .
99All of you are able to give the course and you do that with a lot of love and in a very good way.
114Jō chāhē vah kar saktē haĩ . 115Isliē dēkhō ājkal kī government bhī youth sē ghabrātī hai .
100BapDada sees that you do give others the course with a lot of love, tirelessly, and with eagerness.
116Kyōṅki youth group mē̃ laukik rūp sē buddhi key|kī bhī śhakti hai tō śharīr key|kī bhī śhakti hai .
101You have very good programmes. 102You use your body, mind and wealth for those.
117Aur yahā̃ tōṛ-phōṛ karnē vālē nahī̃ haĩ .
103This is why there has been so much growth.
118Banānē vālē haĩ . 119Vah jōśh vālē haĩ .
104This is something you do very well.
120Aur yahā̃ śhānt svarūp ātmāyē̃ haĩ . 121Bigaṛī kō banānē vālī haĩ .
105However, according to the time, you have now passed this.
122Sabkē duḥkh dūr karnē vālē haĩ .
106Your childhood has ended, has it not?
123Vah duḥkh dēnē vālē haĩ aur āp duḥkh dūr karnē vālē hō .
107Are you now in your youth stage or in the stage of retirement?
124Duḥkhaharttā-sukhakarttā .
108What stage have you reached?
125Jaisē bāp vaisē bachchē .
109In this group, the majority are new ones.
126Sadā her|har saṅkalp her|har ātmā kē prati vā sva kē prati sukhdāī saṅkalp hai . 127Kyōṅki duḥkh key|kī duniyā sē nikal gayē .
110However, so many years of service abroad has now been completed, and so it is no longer childhood.
128Abhī duḥkh key|kī duniyā mē̃ nahī̃ hō .
111You have now reached the youth stage.
129Duḥkhdhām sē saṅgamyug mē̃ pahũch gayē hō .
112Now, do the course of force and give it to others.
130Purūṣhōttam yug mē̃ baiṭhē hō .
113In any case, youth has a lot of power.
131Vah kaliyugī youth haĩ . 132Āp saṅgamyugī youth hō .
114The age of youth is very powerful.
133Isliē abhī yah sadā apnē mē̃ knowledge kō śhakti K|kē rūp mē̃ dhāraṇ karō bhī aur karāō bhī . 134Jitnā svayã force kā course kiyā huā hōgā utnā dūsrō̃ kō yah force kā course karāyēṅgē . 135Nahī̃ tō sirph point kā course karātē haĩ . 136Ab course kō phir sē revise karnā , ēk-ēk point mē̃ kyā-kyā śhakti hai , kitnī śhakti hai , kis samay kaun-sī śhakti kō kis rūp sē use kar saktē haĩ ?
115They can do what they want.
137Yah training svayã kō svayã bhī dē saktē hō . 138Tō yah check karō - ātmā K|kē point rūpī śhaktiśhālī śhastra sārē din mē̃ practical kārya mē̃ lāyā ?
116This is why you must have seen that, nowadays, even the Government is afraid of the youth because, in a worldly way, the youth group has the power of the intellect and also physical strength.
139Apnī training āpē hī kar saktē hō .
117However, here, you are not those who break everything.
140Kyōṅki knowledgeful tō haĩ hī .
118You are those who mend.
141Ātmā kē prati pāiṇṭsa nikālnē kē liē kahē̃ tō kitnī pāiṇṭsa nikālē̃gē !
119There, they use force, whereas here, you are souls who are embodiments of peace.
142Bahut haĩ nā ! 143Bhāṣhaṇ karnē mē̃ tō hōśhiyār hō .
120You are those who rectify that which has gone wrong.
144Lēkin ēk-ēk point kō dēkhō paristhiti K|kē samay kahā̃ tak kārya mē̃ lātē haĩ .
121You are those who remove everyone’s sorrow. 122They are those who give sorrow and you are those who remove sorrow.
145Yah nahī̃ sōchō vaisē tō ṭhīk rahtē , lēkin aisī bāt hō gaī , paristhiti I|āī|eye tab aisē huā .
123You are removers of sorrow and bestowers of happiness. 124As the Father, so the children.
146Śhastra kisliē hōtā hai ? 147Jab duśhman ātā hai uskē liē hōtā hai yā duśhman ā gayā isliē maĩ hār gayā !
125Your every thought for every soul, for the self and for others, is one that gives happiness because you have left the world of sorrow.
148Māyā ā gaī isliē ḍagmag hō gayē !
126You are no longer in the world of sorrow.
149Lēkin māyā ( duśhman ) kē liē hī tō śhastra haĩ nā !
127You have come from the land of sorrow into the confluence age.
150Śhaktiyā̃ kisliē dhāraṇ kī haĩ ? 151Samay par vijay pānē kē liē śhaktiśhālī banē hō nā !
128You are sitting at the most auspicious confluence age. 129Those youths are ironaged.
152Tō samjhā kyā karnā hai ?
130You are confluenceaged youths.
153Āpas mē̃ achchhī rūh-rūhān kartē rahtē haĩ . 154Bāpdādā kō sab samāchār miltā hai .
131Therefore, always imbibe this knowledge in yourself in the form of power and also enable others to do the same.
155Bāpdādā tō bachchō̃ kā yah umaṅg dēkh khuśh hōtē haĩ , paṛhāī sē pyār hai . 156Bāp sē pyār hai .
132If you don’t give the course of force, you would otherwise give just the course of giving points.
157Sēvā sē pyār hai lēkin kabhī-kabhī jō nājuk ban jātē haĩ , śhastra chhūṭ jātē haĩ , us samay inhō̃ key|kī film nikāl phir inhō̃ kō hī dikhānī chāhiē . 158Hōtā thōṛē time kē liē hī hai , jyādā nahī̃ hōtā lēkin phir bhī lagātār arthāt sadā nirvighna rahnā aur vighna nirvighna chaltā rahē , phark tō hai nā ! 159Dhāgē mē̃ jitnā gāṇṭh paṛtī hai utnā dhāgā kamzōr hōtā hai . 160Juṛ tō jātā hai lēkin juṛī huī chīz aur sābut chīz mē̃ phark tō hōtā hai nā .
133Therefore, now, revise the course once again.
161Jōṛ vālī chīz achchhī lagēgī ? 162Tō yah vighna āyā phir nirvighna banē phir vighna āvē , ṭūṭā jōṛā tō jōṛ tō huā nā .
134You can now give yourself training in which powers each point of knowledge has, how much power it has, which powers can be used at which time and in what way.
163Isliē bhī iskā prabhāv avasthā par paṛtā hai . 164Kōī bahut achchhē tīvr puruṣhārthī bhī haĩ . 165Knowledgeful , serviceable bhī haĩ .
135Therefore, now check: did you use the powerful weapon of the point of the soul in a practical way throughout the day?
166Bāpdādā , parivār key|kī najarō̃ mē̃ bhī haĩ lēkin jōṛ tōṛ hōnē vālī ātmā sadā śhaktiśhālī nahī̃ rahēgī .
136You can give yourself this training, because you are knowledgefull anyway.
167Chhōṭī-chhōṭī bāt par uskō mēhnat karnī paṛēgī . 168Kabhī sadā halkē , harṣhit khuśhī mē̃ nāchnē vālē hōṅgē .
137If you were told to extract points about the soul, how many points would you extract?
169Lēkin aisē sadā najar nahī̃ āyēṅgē .
138A lot. 139You are clever in giving lectures.
170Hōṅgē mahārathī key|kī list mē̃ lēkin aisē saṅskār vālē kamzōr jarūr rahtē haĩ .
140However, look at each point to see to what extent you are able to use it practically in a situation.
171Iskā kāraṇ kyā hōtā hai ? 172Yah tōṛanē-jōṛanē K|kē saṅskār unkō andar sē kamzōr kar dētē haĩ .
141Don’t think, “I am fine anyway, but something happened; it was because of this situation that that happened.”
173Bāhar sē kōī bāt nahī̃ hōgī .
142What are the weapons for?
174Bahut achchhē dikhāī dēgē .
143Are they for you to use when enemies come?
175Isliē yah saṅskār kabhī nahī̃ banānā . 176Yah nahī̃ sōchnā māyā ā gaī . 177Chal tō rahē haĩ .
144Or, is it because the enemies come that you are defeated that you fluctuated because Maya came?
178Lēkin aisē chalnā , kabhī tōṛnā kabhī juṛnā yah kyā huā ?
145The weapons are for when Maya (your enemy) comes! 146Why have you imbibed the powers?
179Sadā juṭā rahē , sadā nirvighna rahē , sadā harṣhit , sadā chhatrachhāyā mē̃ rahē̃ vah , aur yah jīvan mē̃ antar hai nā .
147You have become powerful so that you can be victorious at the right time. 148So, do you understand what you have to do?
180Isliē bāpdādā kahtē haĩ kōī-kōī kā jīvanapatrī kā kāgaj bilkul hī sāph hai .
149You continue to have very good hearttoheart conversations amongst yourselves.
181Kōī-kōī kā bīch-bīch mē̃ dāg hai .
150BapDada receives all the news.
182Bhalē dāg miṭātē haĩ lēkin vah bhī dikhāī tō dētē haĩ nā . 183Dāg hō hī nahī̃ .
151BapDada is pleased to see this enthusiasm of you children, and that you love the study and the Father.
184Sāph kāgaj aur dāg miṭāyā huā kāgaj … achchhā kyā lagēgā ? 185Sāph kāgaj rakhnē kā ādhār bahut sahaj hai .
152You love service too, but sometimes you become delicate and you let go of the weapons.
186Ghabrā nahī̃ jānā ki yah tō baṛā muśhkil hai . 187Nahī̃ .
153You should be filmed at that time and then it should be shown to you.
188Bahut sahaj hai . 189Kyōṅki samay samīp ā rahā hai . 190Samay kō bhī viśhēṣh vardān milē huē haĩ . 191Jitnā jō pīchhē ātā hai uskō samay pramāṇ extra lift key|kī gift bhī miltī hai .
154It only lasts for a short time, not for long, but nevertheless, there is a difference between being constantly free from obstacles and in sometimes having obstacles and sometimes being free from obstacles, is there not?
192Aur ab tō avyakt rūp kā part hai hī - vardānī part .
155The more knots there are in a string, the weaker it is.
193Tō samay key|kī bhī āpkō madad hai . 194Avyakti part key|kī , avyakt sahyōg key|kī bhī madad hai . 195Fast gati kā samay hai , iskī bhī madad hai .
156It does become joined again, but there is a difference between something that has been joined and something that is whole.
196Pahlē invention nikalnē mē̃ samay lagā .
157Would you like something that has been mended?
197Abhī banā banāyā hai . 198Āp banē banāyē par pahũchē hō . 199Yah bhī vardān cum|kam nahī̃ hai .
158So, here too, an obstacle comes and then you become free from obstacles and then obstacles come again.
200Jō pahlē āyē unhō̃ nē mākhan nikālā , āp lōg mākhan khānē par pahũch gayē .
159That is like something breaking and then being mended. 160Therefore, there is that join, is there not?
201Tō vardānī hō nā ! 202Sirph thōṛā-sā attention rakhō .
161This is why this also affects your stage.
203Bākī kōī baṛī bāt nahī̃ hai .
162Some are very good intense effortmakers.
204Sabhī prakār key|kī madad āpkē sāth hai .
163They are also knowledgefull and serviceable.
205Abhī āp lōgō̃ kō mahārathī nimitt ātmāō̃ key|kī jitnī pālnā miltī hai utnī pahlē vālō̃ kō nahī̃ milī .
164They are in the eyes of BapDada and the family, but a soul who breaks and is then mended does not remain constantly powerful.
206Ēk-ēk sē kitnī mēhnat kartē time dētē haĩ .
165Such souls have to make effort over trivial things.
207Pahlē general pālnā milī . 208Lēkin āp tō sikīladhē ban pal rahē hō . 209Pālnā kā return bhī dēnē vālē hō nā . 210Muśhkil nahī̃ hai .
166Sometimes, they will be constantly light and cheerful and dancing in happiness, but you won’t see them like that all the time.
211Sirph ēk-ēk bāt kō śhakti K|kē rūp sē use karnē kā attention rakhō . 212Samjhā ! 213Achchhā
167They would be in the list of maharathis, but those who have such sanskars would definitely be weak.
214Sadā mahāvīr ban vijay catradhārī ātmāyē̃ , sadā gyān key|kī śhakti kō samay pramāṇ kārya mē̃ lānē vālī , sadā aṭal , achal akhaṇḍ sthiti dhāraṇ karnē vālī , sadā svayã kō master sarvśhaktivān anubhav karnē vālī , aisī śhrēṣhṭh sadā māyājīt vijayī bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē . 215 216Dādiyō̃ sē - ananya ratnō̃ K|kē her|har kadam mē̃ svayã kō tō padmō̃ key|kī kamāī hai lēkin aurō̃ kō bhī padamō̃ key|kī kamāī hai . 217Ananya ratna sadā hī her|har kadam mē̃ āgē baṛhtē hī rahtē haĩ .
168What is the reason for this?
218Anādi chābī milī huī hai . 219Automatic chābī hai .
169These sanskars of breaking and mending make them weak inside.
220Nimitt bannā arthāt automatic chābī lagānā .
170Externally, there wouldn’t be anything.
221Ananya ratnō̃ kō anādi chābī sē āgē baṛhnā hī hai .
171They would appear to be very good. 172Therefore, never create these sanskars.
222Āp sabkē her|har saṅkalp mē̃ sēvā bharī huī hai .
173Don’t think that even though Maya has come, you are moving along well.
223Ēk nimitt bantā hai anēk ātmāō̃ kō umaṅg-utsāh mē̃ lānē K|kē .
174Because, to move along whilst sometimes being broken and then being mended again, what is that?
224Mēhnat nahī̃ karnī paṛtī lēkin nimitt kō dēkhnē sē hī vah lahar phail jātī hai . 225Jaisē ēk dō kō dēkhkar raṅg lag jātā hai nā . 226Tō yah automatic umaṅg utsāh key|kī lahar aurō̃ K|kē bhī umaṅg-utsāh kō baṛhātī hai . 227Vaisē bhī kōī achchhī dance kartā hai tō dēkhnē vālō̃ K|kē pāṅw nāchnē lag jātē haĩ , lahar phail jātī hai .
175Always remain whole.
228Tō na chāhtē bhī hāth pāṅw chalnē lagtē haĩ . 229Achchhā 230Madhuban key|kī sab kārōbār ṭhīk hai .
176Always remain free from obstacles, always cheerful, and always under the canopy of protection.
231Madhuban nivāsiyō̃ sē madhuban sajā huā hai .
177There is a difference between that life and this life, is there not?
232Bāpdādā tō nimitt bachchō̃ kō dēkh sadā niśhchinta haĩ . 233Kyōṅki bachchē kitnē hōśhiyār haĩ .
178This is why BapDada says that the paper of the horoscope of some is completely clean.
234Bachchē bhī cum|kam nahī̃ haĩ .
179Others have marks on them.
235Bāp kā bachchō̃ mē̃ pūrā faith hai tō bachchē bāp sē bhī āgē haĩ .
180Even though the marks have been erased, they are still visible, are they not?
236Nimitt banē huē sadā hī bāp kō bhī niśhchinta karnē vālē haĩ . 237Aisē chintā tō hai bhī nahī̃ phir bhī bāp kō khuśhkhabarī sunānē vālē haĩ .
181There shouldn’t be any marks. 182Which one would you prefer – a clean paper or a paper that has had marks on it removed?
238Aisē bachchē kahā̃ bhī nahī̃ hōṅgē jō ēk-ēk bachchā ēk dō sē āgē hō .
183The basis of keeping the paper clean is very easy.
239Harēk bachchā viśhēṣh hō . 240Kōī K|kē itnē bachchē aisē nahī̃ hō saktē .
184Don’t be afraid thinking that this is very difficult.
241Kōī laṛnē vālā hōgā , kōī paṛhnē vālā hōgā .
185No. 186It is very easy because time is coming close.
242Yahā̃ tō harēk viśhēṣh maṇiyā̃ hō .
187Time has also received a special blessing.
243Harēk key|kī viśhēṣhtā hai ! 244Party sē - kumāriyō̃ kē sāth - kumāriyā̃ sadā hī pavitra mānī jātī haĩ .
188The later someone comes, so, according to the time, he receives the gift of an extra lift.
245Kumāriyō̃ K|kē pavitratā key|kī mahimā 100 brāhmaṇō̃ sē bhī jyādā hai .
189And, the part now of the avyakt form is the part of being blessed.
246Aisī śhrēṣhṭh kumāriyā̃ hō nā !
190So, you also have the help of time.
247Dēkhō āj last janm mē̃ bhī kumāriyō̃ key|kī pūjā hōtī rahtī hai .
191You have help of the avyakt part and of avyakt co operation.
248Kumāriyō̃ key|kī pūjā dēkhī hai ? 249Bhārat mē̃ bahut pūjā kartē haĩ kumārī key|kī .
192This is the time of fast speed; you also have this help.
250Jab tak kumārī hai tab tak uskē pāṅw paṛtē haĩ aur jab kumārī śhādī kartī hai tō usī din unkē pāṅw paṛnē lagtī haĩ .
193Previously, it took some time for an invention to be manufactured. 194Now, everything is readymade.
251Kitnō̃ K|kē pāṅw paṛnā paṛtā hai !
195You have come at a time when everything is readymade.
252Nahī̃ tō kumārī kō kabhī pāṅw paṛnē nahī̃ dētē .
196This blessing is not a small thing.
253Tō aisī pavitra kumārī hō nā ! 254Ēk bār jō rākhī bāndhtā hai vah badal nahī̃ saktā .
197Those who came first extracted the butter, and you have come at the time of eating the butter.
255Agar kōī badal jāē tō bāpdādā uskō kyā kahē̃gē ?
198So, you are blessed, are you not? 199Simply pay a little attention.
256Uskō kahtē haĩ - kāyar , kamzōr .
200However, otherwise, it is not a big deal.
257Tō āp sab aisē tō nahī̃ hō nā !
201You have all types of help.
258Bāpdādā kā bachchō̃ mē̃ pūrā niśhchay hai . 259Sachchī phrēṇḍ hō nā ! 260Bāp aisā phrēṇḍ milā hai jō kōī bhī bāt karō lēkin dilārām tak hī rahēgī .
202The souls at the beginning did not receive as much sustenance as you receive now from the instrument maharathi souls. 203They make so much effort on each of you and give you time.
261Sadā snēh mē̃ samāī huī hō nā !
204At first, there was general sustenance received.
262Sārē viśhva mē̃ ākarṣhaṇ karnē vālā bāp hī anubhav hōtā hai nā !
205However, you are being sustained as the specially beloved, longlost and nowfound ones.
263Aur kōī tō nahī̃ dikhāī paṛtā hai ? 264Kōī aisī chīz aṭraikṭa tō nahī̃ kartī hai ?
206You are those who will also give the return of sustenance, are you not?
265Kōī T . V|we . tō nahī̃ dēkhtī hō ?
207It is not difficult.
266Film tō nahī̃ dēkhtī ? 267Agar vah film dēkhī tō yah film khatm .
208Simply pay attention to using every point as a power. 209Do you understand? 210Achcha.
268Achchhā - kumārī jīvan mē̃ śhrēṣhṭh jīvan banānā yah bahut baṛā bhāgya hai , yah gr̥ihasthī jīvan K|kē jhañjhaṭ bāhar sē dikhāī nahī̃ dētē haĩ lēkin andar bahut bandhan haĩ . 269Bāhar sē aisē dikhāī dētē haĩ jaisē yah bahut khuśh rahtē haĩ lēkin andar bahut bandhan haĩ . 270Isliē kumāriyā̃ aisē bandhanō̃ sē bach gaī . 271Isliē khuśhī mē̃ khūb nāchō .
211To the souls who are always mahavirs and remain under the canopy of protection, to those who constantly use the power of knowledge according to the time, to those who adopt a firm, unshakeable and constant stage, to those who experience themselves as master almighty authorities, to the children who are constantly elevated conquerors of Maya, BapDada’s love, remembrance and namaste.
272Bāpdādā kō bahut khuśhī hōtī hai ki yah kumāriyā̃ is kumārī jīvan mē̃ bach gaī . 273Achchhā
212Blessing: May you be a great soul and become full of peace and happiness by knowing the depth of purity.
274Mātāō̃ sē - apnī mahimā kō jāntī haĩ ? 275Agar mātāyē̃ nahī̃ hōtī tō bāp gaūpāl nahī̃ kahlātā .
213Know the greatness of the power of purity and become pure now, that is, worthyofworship deity souls.
276Mātāō̃ K|kē kāraṇ hī gaūpāl nām paṛā hai .
214Don’t think that you will become that at the end.
277Tō gaūpāl key|kī pyārī hō . 278Sadā murlī par nāchnē vālī hō . 279Murlī sē bahut pyār hai nā .
215The power that has been accumulated over a long period of time will be useful at the end.
280Murlī K|kē binā rah nahī̃ saktī .
216To become pure is not an ordinary thing.
281Jiskā murlī sē pyār hai .
217You remain celibate, you have become pure.
282Uskā murlīdhar sē bhī pyār hai jiskā murlīdhar sē pyār hai uskā sēvā sē bhī pyār hai . 283Jō murlī mē̃ mast rahtē unhē̃ purānī duniyā sahaj hī bhūl jātī haĩ .
218Purity is the mother, whether in your thoughts, attitude, atmosphere, words or contacts, to become a mother of peace and happiness is called being a great soul.
284Jab sārī duniyā sō rahī hai tab āp bachchē mastī mē̃ manā rahē hō . 285Achchhā - mātāō̃ mē̃ paṛhāī kā śhauk achchhā hai .
219Slogan: Remain stable in a high stage and give all souls the drishti filled with mercy and spread those vibrations.
286Paṛhāī K|kē pyār kā certificate hai . 287Achchhā
220* * * O M S H A N T I* * *