शनिवार 30 मार्च 1985 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 130-03-85 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 30-03-85 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Tīn-tīn bātō̃ kā pāṭh
1The lesson of threes.
3Bāpdādā K|kē vidāī K|kē din anmōl mahāvākya
2Today, BapDada has come to meet His constant companion children.
4Āj bāpdādā apnē sadā K|kē sāthī bachchō̃ sē milnē āyē haĩ . 5Bachchē hī bāp K|kē sadā sāthī haĩ , sahyōgī haĩ , kyōṅki ati snēhī haĩ .
3Only the children are constant companions and cooperative with the Father because they are extremely loving.
6Jahā̃ snēh hōtā hai uskē hī sadā sahyōgī sāthī bantē haĩ .
4Where there is love, you become constantly cooperative companions of that one.
7Tō snēhī bachchē hōnē kāraṇ bāp bachchō̃ K|kē binā kōī kārya kar nahī̃ saktē . 8Aur bachchē bāp K|kē sivāē kōī kārya kar nahī̃ saktē .
5So, because the children are loving, the Father cannot carry out any task without the children and the children cannot carry out any task without the Father.
9Isliē sthāpanā K|kē ādi sē bāp nē brahmā kē sāth brāhmaṇ bachchē rachē . 10Akēlā brahmā nahī̃ .
6This is why, from the beginning of establishment, together with creating Brahma, the Father also created Brahmins.
11Brahmā kē sāth brāhmaṇ bachchē bhī paidā huē .
7He didn’t create Brahma alone.
12Kyō̃ ? 13Bachchē sahyōgī sāthī kyō̃ haĩ .
8Together with Brahma He also created Brahmin children.
14Isliē jab bāp key|kī jayantī manātē hō tō sāth mē̃ kyā kahtē hō ? 15Śhiv jayantī sō brahmā key|kī jayantī , brāhmaṇō̃ key|kī jayantī . 16Tō sāth-sāth bāpdādā aur bachchē sabhī key|kī ādi rachnā huī aur ādi sē hī bāp K|kē sahyōgī sāthī banē . 17Tō bāp apnē sahyōgī sāthiyō̃ sē mil rahē haĩ .
9Why?
18Sāthī arthāt her|har kadam mē̃ , her|har saṅkalp mē̃ , bōl mē̃ sāth nibhānē vālē . 19Follow karnā arthāt sāth nibhānā .
10You children are cooperative companions and so what happens at the same time as the celebration of the birthday of the Father?
20Aisē her|har kadam mē̃ sāth nibhānē vālē arthāt follow father karnē vālē sachchē sāthī haĩ .
11The birthday of Shiva is also the birthday of Brahma and the birthday of Brahmins.
21Avināśhī sāthī haĩ . 22Jō sachchē sāthī haĩ unhō̃ kā har ēk kadam svataḥ hī bāp samān chaltā rahtā hai . 23Yahā̃ vahā̃ hō nahī̃ saktā .
12So, BapDada and the children all together are the original creation, and you therefore became the cooperative companions of the Father from the beginning.
24Sachchē sāthī kō mēhnat nahī̃ karnī paṛtī .
13So, today, Baba is meeting His cooperative companions.
25Yah kadam aisē uṭhāū̃ vā vaisē uṭhāū̃ . 26Svataḥ hī bāp K|kē kadam ūpar kadam rakhnē K|kē sivāē jarā bhī yahā̃ vahā̃ hō nahī̃ saktā .
14A companion is someone who fulfils the responsibility of companionship at every step, with every thought and every word.
27Aisē sachchē sāthī bachchō̃ K|kē man mē̃ , buddhi mē̃ , dil mē̃ kyā samāyā huā hai ?
15To follow means to fulfil the responsibility of companionship.
28 maĩ bāp kā , bāp mērā . 29Buddhi mē̃ hai jō bāp kā bēhad K|kē khajānō̃ kā varsā hai vah mērā .
16Those who fulfil the responsibility of companionship at every step, that is, those who follow the Father are true companions.
30Dil mē̃ dilārām aur dilārām key|kī yād . 31Aur kuchh hō nahī̃ saktā tō jab bāp hī yād rūp mē̃ samāyā huā hai tō jaisī smr̥iti vaisī sthiti aur vaisē hī karma svataḥ hī hōtē haĩ . 32Jaisē bhakti mārg mē̃ bhī bhakta niśhchay dikhānē kē liē yahī kahtē haĩ ki dēkhō hamārē dil mē̃ kaun hai ! 33Āp kahtē nahī̃ hō lēkin svataḥ hī āpkē dil sē dilārām hī sabhī kō anubhav hōtā arthāt dikhāī dētā hai .
17They are eternal companions.
34Tō sachchē sāthī her|har kadam mē̃ bāp samān master sarvśhaktivān haĩ .
18Every step of those who are true companions is automatically like those of the Father.
35Āj bāpdādā bachchō̃ kō badhāī dēnē āyē haĩ . 36Sabhī sahyōgī sāthī bachchē apnē-apnē umaṅg-utsāh sē yād mē̃ , sēvā mē̃ āgē baṛhtē jā rahē haĩ . 37Harēk K|kē man mē̃ ēk hī dr̥iṛh saṅkalp hai ki vijay kā jhaṇḍā laharānā hī hai . 38Sārē viśhva mē̃ ēk rūhanī bāp key|kī pratyakṣhatā kā jhaṇḍā laharanē vālā hī hai .
19There cannot be any fluctuation in them.
39Jis ū̃chē jhaṇḍē kē nīchē sārē viśhva key|kī ātmāyē̃ yah gīt gāyēṅgī ki ēk bāp ā gayā .
20True companions do not need to make effort over whether they should take a step in this way or that way.
40Jaisē abhī āp lōg jhaṇḍā laharātē hō tō sabhī jhaṇḍē kē nīchē gīt gātē hō aur phir kyā hōtā hai !
21By placing your steps in the footsteps of the Father, you automatically cannot place your steps anywhere else.
41Jhaṇḍā laharānē sē sabhī kē ūpar phūlō̃ key|kī varṣhā hōtī hai . 42Aisē sabhī key|kī dil sē yah gīt svataḥ hī nikalēgā .
22What is merged in the mind, intellect and heart of the children who are true companions?
43Sarv kā ēk bāp . 44Gati sadgati dātā ēk bāp .
23I belong to the Father and the Father belongs to me.
45Aisē gīt gātē hī avināśhī sukh śhānti kā varsā , puṣhpō̃ key|kī varṣhā samān anubhav karē̃gē .
24In the intellect you are aware: Whatever is the inheritance of the unlimited treasures of the Father is mine.
46Bāp kahā aur varsē kā anubhav kiyā .
25In the heart, there is just the Comforter of Hearts.
47Tō sabkē man mē̃ yah ēk hī umaṅg-utsāh hai .
26There cannot be anything else – just the heart and the Comforter of Hearts.
48Isliē bāpdādā bachchō̃ K|kē umaṅg-utsāh par bachchō̃ kō badhāī dētē haĩ . 49Vidāī tō nahī̃ dēgē nā . 50Badhāī . 51Saṅgamyug kā her|har samay badhāī kā samay hai .
27So, since the Father is merged in your remembrance, then, as your awareness, so your stage, and your actions are automatically according to that.
52Tō man key|kī lagan par , sēvā key|kī lagan par bāpdādā sabhī bachchō̃ kō badhāī dē rahē haĩ . 53Sēvā mē̃ sadā āgē baṛhnē kā sabhī kā umaṅg hai .
28On the path of devotion, in order to show their faith, devotees say: Look who I have in my heart!
54Aisā kōī nahī̃ hōgā jiskō sēvā mē̃ āgē baṛhnē kā umaṅg na hō . 55Agar umaṅg nahī̃ hōtā tō yahā̃ kaisē ātē !
29You don’t say that, but everyone automatically experiences, that is sees, the Comforter of Hearts through your heart.
56Yah bhī umaṅg key|kī niśhānī hai nā ! 57Umaṅg-utsāh hai aur sadā rahēgā .
30So, true companions are master almighty authorities like the Father.
58Sāthasāth umaṅg-utsāh sē āgē baṛhtē huē sēvā mē̃ sadā nirvighna haĩ ? 59Umaṅg-utsāh tō bahut achchhā hai , lēkin nirvighna sēvā aur vighna pār kartē-kartē sēvā karnā , ismē̃ antar hai . 60Nirvighna arthāt na kisī kē liē vighna rūp bantē aur na kisī vighna svarūp sē ghabrātē . 61Yah viśhēṣhtā umaṅg-utsāh K|kē sāth-sāth anubhav kartē hō ?
31Today, BapDada has come to congratulate you children.
62Yā vighna ātē haĩ ? 63Ēk vighna pāṭh paṛhānē ātē dūsrā vighna hilānē ātē haĩ . 64Agar pāṭh paṛhākē pakkē hō gayē tō vah vighna lagan mē̃ parivartan hō jātē .
32Now you cooperative companion children through your own zeal and enthusiasm are continuing to move forward in remembrance and service.
65Agar vighna mē̃ ghabrā jātē haĩ tō register mē̃ dāg paṛ jātā hai .
33In each one’s mind is the one determined thought: The flag of victory has to be hoisted.
66Phark huā nā . 67Brāhmaṇ bannā mānā māyā kō challenge karnā hai ki vighna bhalē āō .
34The flag of revelation of the one spiritual Father is to be hoisted throughout the whole world.
68Ham vijayī haĩ . 69Tum kuchh kar nahī̃ saktē . 70Pahlē māyā K|kē phrēṇḍas thē .
35Under this high flag, souls of the whole world will sing the song that the Father has come.
71Ab challenge kartē hō tō māyājīt banē̃gē . 72Challenge kartē hō nā ? 73Nahī̃ tō vijayī kis par bantē hō ?
36Now, too, when you hoist the flag, all of you stand under the flag and sing songs, and what happens then?
74Apnē ūpar ? 75Vijayī ratna bantē hō tō vijay māyā par hī prāpt kartē hō nā !
37When the flag is hoisted, everyone is showered with flowers.
76Vijay mālā mē̃ pirāyē jātē haĩ , pūjē jātē hō . 77Tō māyājīt bannā arthāt vijayī bannā hai .
38In the same way, this song will automatically emerge in everyone’s heart: The Father of all is One.
78Brāhmaṇ bannā arthāt māyā kō challenge karnā .
39The Bestower of Liberation and Salvation is the one Father.
79Challenge karnē vālē khēl kartē haĩ . 80Āyā aur gayā . 81Dūr sē hī jān lētē haĩ , dūr sē hī bhagā dētē haĩ .
40When you sing such songs, you will experience the shower of imperishable peace and happiness like a shower of flowers.
82Time west|waste nahī̃ kartē haĩ . 83Sēvā mē̃ tō sabhī bahut achchhē hō .
41As soon as you say “Father” you experience the inheritance.
84Sēvā K|kē sāthasāth nirvighna sēvā kā record hō .
42So, all of you have this one zeal and enthusiasm in your mind.
85Jaisē pavitratā kā ādi sē record rakhtē hō nā . 86Aisā kaun hai jō saṅkalp mē̃ bhī ādi sē ab tak apavitr nahī̃ banē haĩ !
43This is why, seeing the zeal and enthusiasm in the hearts of you children BapDada is congratulating you (vadhaai).
87Tō yah viśhēṣhtā dēkhtē hō nā .
44He would not bid you farewell (bidaai).
88Sirph is ēk pavitratā key|kī bāt sē pass with honour tō nahī̃ hōṅgē . 89Lēkin sēvā mē̃ , sva sthiti mē̃ , samparka , sambandh mē̃ , yād mē̃ , sabhī mē̃ jō ādi sē ab tak achal haĩ , halchal mē̃ nahī̃ āyē haĩ , vighnō̃ K|kē vaśhībhūt nahī̃ huē haĩ . 90Sunāyā nā ki na vighnō̃ K|kē vaśh hōnā hai , na svayã kiskē āgē vighna rūp bannā hai . 91Iskī bhī marks jamā hōtī haĩ .
45Congratulations!
92Ēk purity dūsrā avyabhichārī yād . 93Yād K|kē bīch mē̃ jarā bhī kōī vighna na hō .
46Every moment of the confluence age is a time for congratulations.
94Isī rīti sē sēvā mē̃ sadā nirvighna hō aur guṇō̃ mē̃ sadā santuṣhṭ hō aur santuṣhṭ karnē vālē hō .
47So, BapDada is congratulating each of you children for the love in your heart and for your love of service.
95Santuṣhṭatā kā guṇ sabhī guṇō̃ key|kī dhārṇā kā darpaṇ hai .
48All of you have the enthusiasm to move constantly forward in service.
96Tō guṇō̃ mē̃ santuṣhṭatā kā sva prati aur dūsrō̃ sē certificate lēnā hōtā .
49There wouldn’t be anyone who doesn’t have enthusiasm to move forward in service.
97Yah hai pass with honour key|kī niśhānī . 98Aṣhṭ ratnō̃ key|kī niśhānī .
50If you didn’t have zeal and enthusiasm, how would you have come here?
99Sab mē̃ number lēnē vālē hō nā ki bas ēk mē̃ hī ṭhīk haĩ .
51This too is a sign of enthusiasm.
100Sēvā mē̃ achchhā hū̃ . 101Badhāī tō bāpdādā dē hī rahē haĩ .
52You have zeal and enthusiasm and it will remain all the time.
102Aṣhṭ bannā hai , iṣhṭ bannā hai . 103Aṣhṭ banē̃gē tō iṣhṭ bhī itnā hī mahān banē̃gē .
53Whilst moving forward together, with zeal and enthusiasm, are you all constantly free from obstacles?
104Uskē liē tīn bātē̃ sārā varṣh yād rakhnā aur check karnā . 105Aur yah tīnō̃ hī bātē̃ agar jarā bhī saṅkalp mātra mē̃ rahī huī hō̃ tō vidāī dē dēnā . 106Āj badhāī kā din hai nā .
54Zeal and enthusiasm is very good, but there is a difference between doing service that is free from obstacles and doing service where you are constantly overcoming obstacles.
107Jab chhuṭṭī dētē hō tō vidāī mē̃ kyā kartē hō ? 108 ( miśrī , bādāmī , ilāyacī dētē haĩ ) usmē̃ tīn chīzē̃ hōtī haĩ .
55To be free from obstacles means that you neither become an obstacle for others, nor do you become afraid of any type of obstacle.
109Tō bāpdādā kō bhī tīn chīzē̃ dēgē nā . 110Vidāī nahī̃ badhāī hai tab tō mukh mīṭhā karātē hō .
56Do you experience this speciality together with zeal and enthusiasm? 57Or, do you have obstacles?
111Tō jaisē yahā̃ tīn chīzē̃ kisliē dētē hō ?
58One is that obstacles come to teach you a lesson.
112Phir jaldī ānē key|kī yād rahēgī .
59The other is when obstacles come to shake you.
113Bāpdādā bhī āj tīn bātē̃ batā rahē haĩ . 114Jō sēvā mē̃ kabhī-kabhī vighna rūp bhī ban jātī haĩ .
60If you have learnt your lesson and become firm, then that obstacle will be transformed into love.
115Tō tīn bātō̃ kē ūpar viśhēṣh phir sē bāpdādā attention dilā rahē haĩ .
61If you become afraid of the obstacle, then the register becomes marked with a stain.
116Jis attention sē svataḥ hī pass with honour ban hī jāyēṅgē . 117Ēk bāt - kisī bhī prakār kā had kā lagāv na hō .
62So, there is a difference. 63To be a Brahmin means to challenge Maya: Just let the obstacles come! 64I am victorious.
118Bāp kā lagāv aur chīz hai lēkin had kā lagāv na hō .
65You cannot do anything. 66Previously you were Maya’s friends.
119Dūsrā - kisī bhī prakār kā svayã kā svayã sē vā kisī dūsrē sē tanāv arthāt khīñchātān nahī̃ hō .
67Now you issue a challenge saying that you will become conquerors of Maya. 68You issue this challenge, do you not?
120Lagāv nahī̃ hō , māyā sē yuddha kē bajāē āpas mē̃ khīñchātān na hō .
69Otherwise, over whom do you become victorious? 70Over yourself?
121Tīsrā - kisī bhī prakār kā kamzōr svabhāv na hō . 122Lagāv , tanāv aur kamzōr svabhāv .
71When you become victorious jewels, it is because you gain victory over Maya, is it not?
123Vāstav mē̃ svabhāv śhabda bahut achchhā hai .
72You become threaded in the rosary of victory and you are worshipped.
124Svabhāv arthāt sva kā bhāv . 125Sva śhrēṣhṭh kō kahā jātā hai .
73So, to become a conqueror of Maya means to be victorious.
126Śhrēṣhṭh bhāv hai , sva kā bhāv hai , ātma-abhimān hai .
74To become a Brahmin means to challenge Maya.
127Lēkin bhāv-svabhāv , bhāv-svabhāv bahut śhabda bōltē hō nā . 128Tō yah kamzōr svabhāv hai .
75However, those who challenge her experience it to be a game; so that she comes and goes.
129Jō samay prati samay uṛtī kalā mē̃ vighna rūp ban jātā hai .
76You are able to recognize her from a distance and chase her away from a distance.
130Jiskō āp lōg royal rūp mē̃ kahtē hō mērī nature aisī hai .
77You do not waste your time. 78All of you are very good in service.
131Nature śhrēṣhṭh hai tō bāp samān haĩ . 132Vighna rūp bantī hai tō kamzōr svabhāv hai .
79Together with service, there should be the record of service free from obstacles.
133Tō tīnō̃ śhabdō̃ kā arth|earth jāntē hō nā .
80You keep a record of purity from the beginning.
134Kaī prakār K|kē tanāv haĩ , tanāv kā ādhār hai - maĩ-pan . 135Mainnē yah kiyā .
81Who is it that hasn’t become impure even in thoughts from the beginning until now?
136Maĩ yah kar saktī hū̃ ! 137Maĩ hī karū̃gā !
82You look for this speciality, do you not?
138Yah jō maĩ-pan hai yah tanāv paidā kartā hai . 139 maĩ yah dēh abhimān kā hai .
83You will not pass with honour with just this one aspect of purity.
140Ēk hai - maĩ śhrēṣhṭh ātmā hū̃ . 141Ēk hai maĩ phalānī hū̃ , maĩ samajhdār hū̃ , maĩ yōgī hū̃ , maĩ gyānī hū̃ . 142Maĩ sēvā mē̃ number āgē hū̃ . 143Yah maĩ-pan tanāv paidā kartā hai .
84However, you look to see who has been unshakeable, who hasn’t had any type of upheaval and hasn’t been influenced by any obstacles in service, in their own stage, in their connections and relationships, and in remembrance.
144Isī kāraṇ sēvā mē̃ kahā̃-kahā̃ jō tīvragati hōnī chāhiē vah tīvr kē bajāē dhīmī gati hō jātī hai .
85You were told that you must neither be influenced by obstacles nor must you become an obstacle for others.
145Chaltē rahtē haĩ lēkin speed nahī̃ hō saktī .
86Marks are accumulated on the basis of this too.
146Speed tīvr karnē kā ādhār hai - dūsrē kō āgē baṛhtā huā dēkh sadā dūsrē kō baṛhānā hī apnā baṛhnā hai .
87One is purity, and the other is unadulterated remembrance. 88Let there not be the slightest obstacle in your remembrance.
147Samajhtē hō nā sēvā mē̃ kyā maĩ-pan ātā hai . 148Yah maĩ-pan hī tīvragati kō samāpt kar dētā hai .
89In this way, always remain free from obstacles in service, be content with your virtues and make others content.
149Samjhā ! 150Yah tīn bātē̃ tō dēgē nā ki phir sāth mē̃ lē jāyēṅgē .
90The virtue of contentment is the mirror for imbibing all virtues.
151Iskō kahā jātā hai - tyāg sē milā huā bhāgya . 152Sadā bāṇṭakē khāō aur baṛhāō .
91So, in your virtues, you have to receive a certificate for contentment with yourself and also from others.
153Yah tyāg kā bhāgya milā hai . 154Sēvā kā sādhan yah tyāg kā bhāgya hai .
92This is a sign of passing with honours, a sign of being one of the eight jewels.
155Lēkin is bhāgya kō maĩpan mē̃ sīmit rakhē̃gē tō baṛhēgā nahī̃ . 156Sadā tyāg K|kē bhāgya K|kē phal kō aurō̃ kō bhī sahyōgī banāē bāṇṭakē āgē baṛhō .
93You are those who will claim a number in everything; you are not those who are fine in just one subject, are you, that I am ok in service?
157Sirph maĩ , maĩ nahī̃ karō , āp bhī khāō .
94Of course BapDada is giving congratulations.
158Bāṇṭkar ēk dō mē̃ hāth milātē huē āgē baṛhō .
95You have to become part of the eight and one of the specially beloved deities.
159Abhī sēvā K|kē bīch mē̃ yah vibration dikhāī dētē haĩ . 160Tō ismē̃ pharākhadil hō jāō .
96If you become one of the eight, you will also become just as great in being one of the specially beloved deities.
161Iskō kahtē haĩ - jō ōṭē sō arjun . 162Ēk dō kō nahī̃ dēkhō .
97For this, remember three things throughout the whole year and check yourself.
163Yah bhī tō aisē kartē haĩ nā ! 164Yah tō hōtā hī hai , lēkin maĩ viśhēṣhtā dikhānē kē liē nimitt ban jāū̃ .
98If any of these three things still remain in you, even in your thoughts, then bid farewell to them.
165Brahmā bāp key|kī viśhēṣhtā kyā rahī !
99Today is the day for bidding farewell.
166Sadā bachchō̃ kō āgē rakhā . 167Mērē sē bachchē hōśhiyār haĩ .
100When you take leave, what do you do at the time of taking leave?
168Bachchē karē̃gē ! 169Itnē tak tyāg K|kē bhāgya kā tyāg kiyā .
101(Sugar pieces, almonds and cardamom seeds are given.)
170Agar kōī pyār K|kē kāraṇ , prāpti K|kē kāraṇ brahmā key|kī mahimā kartē thē tō uskō bhī bāp kī yād dilātē thē . 171Brahmā sē varsā nahī̃ milēgā .
102There are three things here. 103So, you will also give three things to BapDada, will you not? 104It isn’t farewell, but congratulations and this is why your mouth is sweetened.
172Brahmā kā phōṭō nahī̃ rakhnā hai .
105So, what are the three things here given for?
173Brahmā kō sab kuchh nahī̃ samajhnā .
106So that you remember to quickly come back.
174Tō iskō kahā hai - tyāg K|kē bhāgya kā bhī tyāg kar sēvā mē̃ lag jānā . 175Ismē̃ double mahādānī hō jātē .
107Today, BapDada is also going to tell you about three things which sometimes become an obstacle in service.
176Dūsrā offer karē , svayã apnī taraph na khīñchē . 177Agar svayã apnī mahimā kartē , apnī taraph khīñchtē haĩ tō uskō kyā śhabda kahtē haĩ !
108So, BapDada is especially drawing your attention to the three things once again, and by paying attention to these, you will automatically pass with honours.
178Muraliyō̃ mē̃ sunā hai nā . 179Aisā nahī̃ bannā .
109Let there be no type of attachment to anything limited.
180Kōī bhī bāt kō svayã apnī taraph khīñchnē key|kī khīñchātān kabhī nahī̃ karō . 181Sahaj milē vah śhrēṣhṭh bhāgya hai .
110To have attachment to the Father is something else, but let there not be any limited attachment.
182Khīñch K|kē lēnē vālā iskō śhrēṣhṭh bhāgya nahī̃ kahē̃gē .
111Let there not be any type of tension with yourself or with others.
183Usmē̃ siddhi nahī̃ hōtī .
112Let there be no attachment.
184Mēhnat jyādā saphaltā cum|kam . 185Kyōṅki sabhī key|kī āśhīrvād nahī̃ miltī hai .
113Instead of battling with Maya, let there not be any type of conflict with one another.
186Jō sahaj miltā hai usmē̃ sabhī key|kī āśhīrvād bharī huī hai .
114Let there not be any type of weak nature. 115Attachment, tension and weak nature.
187Samjhā 188Tanāv kyā hai !
116In fact, the word nature (swabhav) is very good.
189Lagāv kō tō us din spaṣhṭ kiyā thā .
117Swa bhav means feelings of the self.
190Kōī bhī kamzōr svabhāv na hō .
118The self is said to be elevated.
191Aisē bhī nahī̃ samjhō maĩ tō is dēśh kā rahnē vālā hū̃ .
119There are elevated feelings, there are feelings of the self, there is soul consciousness.
192Isliē mērā svabhāv , mērā chalnā mērā rahnā aisā hai , nahī̃ .
120However, you use the words “bhav swabhav” (conflict of feelings and nature) a lot.
193Dēśh K|kē kāraṇ , dharm K|kē kāraṇ , saṅg K|kē kāraṇ aisā mērā svabhāv hai .
121So that is a weak nature which, from time to time, becomes an obstacle to your flying stage.
194Yah nahī̃ . 195Āp kaun sē dēśh vālē hō !
122In royal words you say, “My nature is like that.”
196Yah tō sēvā kē liē nimitt sthān milē haĩ .
123When your nature is elevated, it is like the Father’s.
197Na kōī vidēśhī hai , na yah naśhā hō ki maĩ bhāratvāsī hū̃ .
124If it becomes an obstacle, then it is a weak nature.
198Sabhī ēk bāp K|kē haĩ . 199Bhāratvāsī bhī brāhmaṇ ātmāyē̃ haĩ .
125So, you know the meaning of all three words.
200Vidēśh mē̃ rahnē vālē bhī brāhmaṇ ātmāyē̃ haĩ . 201Antar nahī̃ hai .
126There are many types of tension and the reason for tension is the consciousness of “I”.
202Aisē nahī̃ bhāratvāsī aisē haĩ .
127I did this. 128I can do this.
203Vidēśhī aisē haĩ .
129I alone will do this.
204Yah śhabda bhī kabhī nahī̃ bōlō .
130This consciousness of “I” creates tension.
205Sab brāhmaṇ ātmāyē̃ haĩ .
131This “I” is body consciousness.
206Yah tō sēvā kē liē sthān hai .
132One thing is, “I am an elevated soul”.
207Sunāyā thā nā ki āp vidēśh mē̃ kyō̃ pahũchē hō ?
133Another is, “I am Soandso. 134I am sensible.
208Vahā̃ kyō̃ janma liyā ?
135I am yogi, I am gyani.
209Bhārat mē̃ kyō̃ nahī̃ liyā ?
136I am ahead in service.”
210Vahā̃ gayē hō sēvā sthān khōlnē kē liē .
137This consciousness of “I” creates tension.
211Nahī̃ tō bhāratvāsiyō̃ kō vīsā kā kitnā problem hai . 212Āp sab tō sahaj rahē paṛē hō .
138This is why, in some cases, where there should be a fast speed in service, it becomes a slow speed.
213Kitnē dēśhō̃ mē̃ sēvā hō rahī hai !
139You continue to move, but you can’t speed up.
214Tō sēvā kē liē vidēśh mē̃ gayē hō . 215Bākī hō sabhī brāhmaṇ ātmāyē̃ .
140The basis of speeding up is to help others move forward.
216Isliē kōī bhī kisī ādhār mē̃ svabhāv nahī̃ banānā .
141Always to help them move forward is for you to move forward.
217Jō bāp kā svabhāv vah bachchō̃ kā svabhāv . 218Bāp kā svabhāv kyā hai ?
142You do understand what the consciousness of “I” is in service, do you not?
219Sadā her|har ātmā kē prati kalyāṇ vā rahm key|kī bhāvnā kā svabhāv .
143It is this consciousness of “I” that ends the fast speed. 144Do you understand?
220Har ēk kō ū̃chā uṭhānē kā svabhāv , madhurtā kā svabhāv .
145You will give away these three things, will you not?
221Nirmāntā kā svabhāv .
146Or will you take them with you?
222Mērā svabhāv aisā hai yah kabhī nahī̃ bōlnā . 223Mērā kahā̃ sē āyā .
147This is called the fortune you have received through renunciation.
224Mērā tēj bōlnē kā svabhāv hai , mērā āvēśh mē̃ ānē kā svabhāv hai .
148Constantly eat by sharing with everyone and increase it.
225Svabhāv K|kē kāraṇ hō jātā hai . 226Yah māyā hai .
149You have received this fortune of renunciation.
227Kaīyō̃ kā abhimān kā svabhāv , īrṣhyā kā , āvēśh mē̃ ānē kā svabhāv hōtā hai , dilśhikasta hōnē kā svabhāv hōtā hai .
150The facilities of service are the fortune of renunciation. 151However, if you keep this fortune limited by the consciousness of “I”, it won’t increase.
228Achchhā hōtē bhī apnē kō achchhā nahī̃ samajhtē . 229Sadaiv apnē kō kamzōr hī samajhē̃gē .
152Make others cooperative and constantly share the fruit of the fortune of renunciation with them and move forward.
230Maĩ āgē jā nahī̃ saktī .
153Don’t just say, “I, I”.
231Kar nahī̃ saktī .
154Share it with others too.
232Yah dilśhikasta svabhāv yah bhī wrong hai . 233Abhimān mē̃ nahī̃ āō .
155Share it with one another, work in harmony and continue to move forward.
234Lēkin svamān mē̃ rahō tō isī prakār K|kē svabhāv kō kahā jātā hai kamzōr svabhāv .
156These vibrations are visible in the midst of service now. 157So, become generoushearted in this.
235Tō tīnō̃ bātō̃ kā attention sārā varṣh rakhnā .
158This is called: The one who takes the initiative is Arjuna.
236In tīnō̃ bātō̃ sē safe rahnā hai .
159Do not look at one another. 160“This one is also doing this.
237Muśhkil tō nahī̃ hai nā .
161This happens all the time.”
238Sāthī ādi sē ant tak sahyōgī sāthī hai . 239Sāthī tō samān chāhiē nā .
162Instead, “Let me become an instrument to see the specialities of others.”
240Agar sāthiyō̃ mē̃ samāntā nahī̃ hōgī tō sāthī prīt key|kī rīti nibhā nahī̃ saktē .
163What was Father Brahma’s speciality? 164He always kept the children ahead.
241Achchhā yah tō 3 bātē̃ attention mē̃ rakhē̃gē .
165“Children are cleverer than me. 166Children will do this.”
242Lēkin in tīn bātō̃ sē sadā kinārā karnē kē liē aur 3 bātē̃ yād rakhnī haĩ .
167He had so much renunciation that he even renounced the fortune received through renunciation.
243Āj tīn kā pāṭh paṛhā rahē haĩ . 244Sadā apnē jīvan mē̃ - ēk balance rakhnā hai . 245Sab bāt mē̃ balance hō .
168If anyone praised Brahma because of the love they received or the attainment they had, he would remind them of the Father.
246Yād mē̃ , sēvā mē̃ balance .
169You will not receive an inheritance from Brahma.
247Svamān , abhimān kō samāpt kartā .
170You mustn’t keep a picture of Brahma.
248Svamān mē̃ sthit rahnā .
171Do not consider Brahma to be everything.
249Yah sab bātē̃ smr̥iti mē̃ rahē . 250Jyādā ramaṇīk bhī nahī̃ , jyādā gambhīr bhī nahī̃ .
172This is called renouncing the fortune received through renunciation and becoming engaged in service.
251Balance hō . 252Samay par ramaṇīk , samay par gambhīr .
173By doing this you become doubly great donors.
253Tō ēk hai balance . 254Dūsrā sadā amr̥itvēlē bāp sē viśhēṣh blessing lēnī hai !
174Others should offer it to you, you yourself should not pull it towards you.
255Rōj amr̥itvēlē bāpdādā bachchō̃ prati blessing key|kī jhōlī khōltē haĩ .
175If you praise yourself, if you pull it to yourself, what would you call that?
256Ussē jitnā lēnē chāhō utnā lē saktē hō .
176You have heard it in the murlis, have you not? 177Do not become like that.
257 tō balance , blessing tīsrā blissful life .
178Never have a tug of war of pulling something towards yourself.
258Tīnō̃ bātē̃ smr̥iti mē̃ rahnē sē vah tīnō̃ bātē̃ jō attention dēnē kī haĩ , vah svataḥ hī samāpt hō jāyēṅgī .
179Whatever you receive easily is elevated fortune. 180To take something by pulling it to you is not called elevated fortune.
259Samjhā ! 260Achchhā aur tīn bātē̃ sunō
181There is no success in that.
261Lakṣhya rūp mē̃ vā dhāraṇ K|kē rūp mē̃ viśhēṣh tīn bātē̃ dhyān mē̃ rakhnī haĩ .
182There would be greater effort and less success because you don’t receive everyone’s blessings.
262Vah chhōṛnī haĩ aur vah dhāraṇ karnī hai .
183Whatever you receive easily is filled with everyone’s blessings.
263Chhōṛnē vālī tō chhōṛ dī nā sadā kē liē .
184Do you understand? 185What is tension?
264Uskō yād karnē key|kī jarūrat nahī̃ paṛēgī .
186Baba clarified attachment the other day.
265Lēkin yah tīn bātē̃ jō sunāī yah smr̥iti mē̃ rakhnā aur dhārṇā svarūp mē̃ viśhēṣh yād rakhnā . 266Ēk - sab bātō̃ mē̃ reality hō .
187Let there not be any type of weak nature. 188Do not think: I am a resident of this land and this is why my nature, my way of moving and living is like this.
267Mix nahī̃ .
189No.
268Iskō kahtē haĩ - reality . 269Saṅkalp mē̃ , bōl mē̃ , sab bāt mē̃ real .
190It is not that my nature is what it is because of the land, the religion or the company.
270 sachchī dil par sāhēb rājī .
191Which land do you belong to?
271Sach key|kī niśhānī kyā hōgī ? 272Sach tō biṭhō nach .
192You have been given that place just in name for service.
273Jō sachchā hōgā vah sadā khuśhī mē̃ nāchtā rahēgā . 274Tō ēk reality dūsrā royalty .
193No one is a foreigner nor should anyone have the intoxication: I am a resident of Bharat.
275Chhōṭī-chhōṭī bāt mē̃ kabhī bhī buddhi jhukāv mē̃ na āvē .
194All of you belong to the one Father.
276Jaisē royal bachchē hōtē haĩ tō unhō̃ key|kī kab chhōṭī-sī chīz par najar nahī̃ jāyēgī .
195The residents of Bharat are Brahmin souls and the residents abroad are also Brahmin souls.
277Agar najar gaī tō uskō royal nahī̃ kahā jātā .
196There is no difference.
278Kisī bhī chhōṭī-chhōṭī bātō̃ mē̃ buddhi kā jhukāv hō jāē tō uskō royalty nahī̃ kahā jātā .
197It is not that the people of Bharat are like this and the people abroad are like that. 198Never speak these words.
279Jō royal hōtā hai vah sadā prāpti svarūp hōtā hai .
199All of you are Brahmin souls. 200Those places are just for service.
280Kahā̃ arãkh vā buddhi nahī̃ jātī . 281Tō yah hai rūhānī royalty , kapṛō̃ key|kī royalty nahī̃ .
201You were told why you have gone abroad, why you have taken birth there, and why you didn’t take birth in Bharat.
282 tō reality , royalty aur tīsrā unity .
202You have gone there to open service places.
283Her|har bāt mē̃ , saṅkalp mē̃ , bōl mē̃ , karma mē̃ bhī sadā ēk dō mē̃ unity dikhāī dē .
203Otherwise, the people of Bharat would have so many problems with visas.
284Brāhmaṇ mānā hī ēk .
204All of you live there easily.
285Lākh nahī̃ , ēk . 286Iskō kahā jātā hai unity .
205Service is taking place in so many countries.
287Vahā̃ anēk sthiti K|kē kāraṇ ēk bhī anēk hō jātē .
206So, you have gone abroad for service.
288Aur yahā̃ anēk hōtē bhī ēk haĩ .
207However, you are all Brahmin souls.
289Iskō kahā jātā hai - unity . 290Dūsrē kō nahī̃ dēkhnā hai .
208Therefore, none of you should let your nature be dependent on anything.
291Ham chāhtē haĩ unity karē̃ lēkin yah nahī̃ kartē haĩ . 292Agar āp kartē rahē̃gē tō uskō disunity kā chance hī nahī̃ milēgā . 293Kōī hāth aisē kartā , dūsrā na karē tō āvāz nahī̃ hōgā . 294Agar kōī disunity kā kōī bhī kārya kartā hai , āp unity mē̃ rahō tō disunity vālē kab disunity kā kām kar nahī̃ sakē̃gē .
209The Father’s nature is the children’s nature.
295Unity mē̃ ānā hī paṛēgā .
210What is the Father’s nature?
296Isliē tīn bātē̃ - reality , royalty aur unity . 297Yah tīnō̃ hī bātē̃ sadā bāp samān bannē mē̃ sahyōgī banē̃gī .
211His nature is constantly to have benevolent and merciful feelings for every soul.
298Samjhā ! 299Āj tīn kā pāṭh paṛh liyā nā .
212His nature is of uplifting everyone.
300Bāp kō tō bachchō̃ par nāz hai .
213It is a sweet nature, a nature of humility.
301Itnē yōgya bachchē aur yōgī bachchē kisī bāp K|kē hō hī nahī̃ saktē .
214Never say, “My nature is like that.” 215Where did “mine” come from?
302Yōgya bhī hō , yōgī bhī hō aur ēk-ēk padmāpadam bhāgyavān hō .
216Speaking harshly is my nature. 217Being forceful is my nature.
303Sārē kalp mē̃ itnē aur aisē bachchē hō hī nahī̃ saktē .
218This happens because of my nature. 219This is Maya!
304Isliē viśhēṣh amr̥itvēlē kā time bāpdādā nē kyō̃ rakhā hai - brāhmaṇ bachchō̃ kē liē .
220Some have a nature of arrogance, jealousy or becoming forceful. 221Some have a nature of being disheartened.
305Kyōṅki viśhēṣh bāpdādā her|har bachchē key|kī viśhēṣhtā kō , sēvā kō , guṇ kō sadā sāmnē lātē haĩ .
222Even though they may be good, they don’t consider themselves to be good. 223They would always consider themselves to be weak.
306Aur kyā kartē haĩ ?
224“I cannot move forward.
307Jō her|har bachchē key|kī viśhēṣhtā hai , guṇ hai , sēvā hai , uskō viśhēṣh vardān sē avināśhī banātē haĩ .
225I cannot do this.” 226To have this nature of being disheartened is also wrong.
308Isliē khās yah samay bachchō̃ kā rakhā hai .
227Do not have arrogance, but maintain your selfrespect.
309Amr̥itvēlē key|kī viśhēṣh pālnā hai .
228So, that type of nature is called a weak nature.
310Har ēk kō bāpdādā snēh K|kē sahyōg key|kī , vardān key|kī pālnā dētē haĩ .
229Therefore, pay attention to all these three things throughout the year.
311Samjhā bāp kyā kartē haĩ aur āp lōg kyā kartē hō .
230Remain safe from all these three things. 231It is not difficult, is it?
312Śhivbābā sukhdātā hai , śhānti dātā hai … aisē kahtē hō nā .
232Your Companion is the cooperative Companion till the end.
313Aur bāp pālnā dētē haĩ .
233A companion has to be equal.
314Jaisē mā̃ bāp bachchō̃ kō savērē taiyār kartē sāph sutharā karkē phir kahtē ab sārā din khāō piyō paṛhō .
234If there isn’t equality in the companions, the companions cannot fulfil the responsibility of love.
315Bāpdādā bhī amr̥itvēlē yah pālnā dētē arthāt sārē din kē liē śhakti bhar dētē haĩ . 316Viśhēṣh pālnā kā yah samay hai . 317Yah extra vardān key|kī pālnā kā samay hai .
235OK, you will pay attention to these three things. 236However, in order to constantly stay away from these three things, remember three other things.
318Amr̥itvēlē vardānō̃ key|kī jhōlī khultī hai .
237Today, Baba is teaching you the lesson of threes.
319Jitnā jō vardān lēnē chāhē sachchī dil sē , matlab sē nahī̃ .
238Constantly maintain a balance in your life. 239Let there be a balance in everything.
320Jab matlab hōgā tab kahē̃gē hamkō yah dō , jō matlab sē māṅgtā hai tō bāpdādā kyā kartē haĩ !
240The balance of remembrance and service. 241Selfrespect finishes arrogance.
321Unkā matlab siddha karnē kē liē utnī śhakti dētā hai , matlab pūrā huā aur khatm .
242Remain stable in your selfrespect. 243Let all these things remain in your awareness.
322Phir bhī bachchē haĩ , nā tō nahī̃ karē̃gē .
244Not too entertaining, not too serious.
323Lēkin sadā hī vardānō̃ sē paltē rahō , chaltē rahō , uṛtē rahō uskē liē jitnā amr̥itvēlā śhaktiśhālī banāyēṅgē utnā sārā din sahaj hōgā . 324Samjhā . 325Abhī is varṣh golden jubilee key|kī taiyārī tō kar rahē hō - lēkin is varṣh mē̃ har ēk sēvākēndra par aur kyā viśhēṣhtā karō vah batā rahē haĩ . 326Golden jubilee tō karnī hai vah nahī̃ bhūl jānā lēkin sāth-sāth bāpdādā sabhī sthānō̃ kā chakra lagātē , classes dēkhtē haĩ .
245Let there be a balance.
327Regular student dēkhtē haĩ , kabhī-kabhī ānē vālē dēkhtē , samparka vālē dēkhtē .
246Be entertaining when you have to be entertaining and be serious when there is a need to be serious.
328Yah sab dēkhtē huē is varṣh yah lakṣhya rakhō ki her|har centre par , her|har prakār key|kī variety hōnī chāhiē . 329Vakīl bhī hō , judge bhī hō , doctor bhī hō , science vālā ādi … sab hōnē chāhiē . 330Sabhī dharm vālē bhī hōnē chāhiē . 331Sab prakār key|kī variety jyādā mē̃ jyādā jitnī bhī hō lēkin kam sē kam ēk bhī occupation vālē sab variety her|har sthān par hōnī chāhiē .
247So, first is balance.
332Student bhī hō tō būṛhā bhī hō , yuvā bhī hō , bachchā bhī hō .
248Secondly, always claim special blessings from the Father at amrit vela.
333Sab prakār key|kī variety hōnī chāhiē . 334Pravr̥itti vālē yugal bhī hōnē chāhiē .
249Every day at amrit vela, BapDada opens His apron of blessings for you children.
335Jaisē āp lōg result nikāltē hō - ēk tō āyu K|kē hisāb sē variety nikāltē hō .
250You can take as much as you want from that. 251So, balance, blessings, and thirdly, a blissful life.
336Dūsrā sēvā K|kē hisāb sē varg nikāltē hō . 337Ēk bhī occupation vālā cum|kam na hō . 338Iskō kahā jātā hai - variety prakār kā guldastā .
252By having these three things in your awareness, the three things you have to pay attention to will automatically end. 253Do you understand?
339Ēk bhī raṅg rūp kā puṣhp cum|kam na hō .
254Achcha, now listen to three other things.
340Har ēk sēvākēndra - aisī saṅkhyā sab prakār key|kī baṛhāō .
255You especially have to keep the aim and imbibe three other things.
341Jitnā baṛhāō utnā number āgē hō .
256You have to renounce those and the others have to be imbibed.
342Is varṣh mē̃ aisē variety prakār K|kē sṭūḍaiṇṭa taiyār karō .
257You have let go of, for all time, the things you have to let go of, have you not?
343Kōī jis bhī class mē̃ jāvē tō unkō sab prakār K|kē occupation vālē dikhāī dē̃ . 344Aur vah ēk phir apnē hamjins key|kī sēvā jarūr karē tō saṅkhyā bhī baṛh jāyēgī aur variety bhī hōgī .
258You won’t even need to remember them but do keep in your awareness the three things that Baba has told you about and especially also remember these to become an embodiment of dharna.
345Bākī V|we . I|āī|eye . pī|P . key|kī service tō kartē hī hō .
2591. Reality in everything, nothing mixed.
346Usmē̃ bhī addition .
260This is called reality.
347Bāpdādā nē sunāyā thā - sirph sunnē liē nahī̃ āvē̃ lēkin lēnē liē āvē̃ .
261To be real in your thoughts, words and everything. 262The Lord is pleased with an honest heart.
348Ban karkē jāvē̃ .
263What is the sign of truth?
349Sirph sunā bahut achchhā lagā . 350Nahī̃ .
264The soul dances when there is truth.
351Kuchh lēkē jā rahā hū̃ . 352Bankar K|kē jā rahā hū̃ .
265Those who are honest will always continue to dance in happiness.
353V|we . I|āī|eye . pī|P . key|kī sēvā tō jitnā baṛhātē rahē̃gē utnā āvāz buland hōtā jāyēgā .
266So, one is reality, the next is royalty. 267Let your intellect not become subservient in trivial matters.
354Dhīrē-dhīrē āvāz buland hō rahā hai lēkin ēk taraph kā ēk āvāz baṛā ātā hai .
268The vision of royal children is never drawn to little things.
355Sab taraph nahī̃ hōtā hai . 356Tō ēk taraph kā āvāz chhip jātā hai .
269If their vision is pulled, that is not called royal.
357Chārō̃ taraph sē buland āvāz hōgā tō vijay kā nagāṛā . 358Baj jāyēgā .
270If the intellect becomes subservient to little things, that is not called royalty.
359Jab vijay kā nagāṛā bajātē haĩ tō chārō̃ taraph chakkar lagātē haĩ .
271Those who are royal are always embodiments of attainment.
360Chārō̃ taraph āvāz phailtā hai . 361Tō samjhā sēvā mē̃ kyā karnā hai !
272Neither their vision nor their intellect is ever pulled anywhere.
362Svasthiti aur sēvā K|kē unnati .
273So, this is spiritual royalty.
363Sva sthiti hī sēvā key|kī unnati kē liē sahaj siddhi vā sahaj sādhan hai .
274Not royalty of clothes. 275So, reality, royalty and thirdly, unity.
364Sva key|kī unnati K|kē binā sēvā key|kī unnati avināśhī , nirvighna nahī̃ banēgī .
276Let unity be visible amongst you in every situation, in your thoughts, words and deeds. 277Brahmin means one.
365Isliē dōnō̃ kā balance hō .
278Not a hundred thousand, but one.
366Sva unnati kō chhōṛ sirph sēvā key|kī unnati nahī̃ karō . 367Sāth-sāth karō . 368Nahī̃ tō jinkē nimitt bantē haĩ vah bhī kamzōr hōtē .
279This is called unity. 280There, because of having many different stages, one becomes many, whereas here, whilst there are many, you become one.
369Unhō̃ kō bhī bahut mēhnat karnī paṛtī .
281This is called unity. 282You mustn’t look at others.
370Isliē sva unnati , sēvā key|kī unnati sadā hī sāth rakhtē huē uṛtē chalō . 371Achchhā
283“I wish to be in unity, but this one isn’t becoming united.”
372Sadā svayã kō pass with honour bannē K|kē lakṣhya aur lakṣhaṇ mē̃ chalānē vālē , sadā svayã kō brahmā bāp samān tyāg kā bhāgya bāṇṭnē vālē , number one tyāgī , śhrēṣhṭh bhāgya banānē vālē , sadā sahaj prāpti K|kē adhikārī ban sva unnati aur sēvā key|kī unnati karnē vālē , sadā her|har kadam mē̃ sahyōgī , sāthī ban āgē baṛhnē vālē , smr̥iti , sthiti śhaktiśhālī banānē sē sadā bāp kō follow karnē vālē , aisē sadā sahayōgī-sāthī , pharmānvardār , āgyākārī , santuṣhṭ rahnē vālē , sarv kō rājī karnē K|kē rāz kō jānnē vālē , aisī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , mahān puṇya ātmāō̃ kō , double mahādānī bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē . 373 374Baṛī dādiyō̃ sē avyakt bāpdādā key|kī mulākāt - ādi sē ab tak jō her|har kārya mē̃ sāth chaltē ā rahē haĩ , unhō̃ key|kī yah viśhēṣhtā hai - jaisē brahmā bāp her|har kadam mē̃ anubhavī ban anubhav key|kī authority sē viśhva K|kē rājya kī authority lētē haĩ aisē hī āp sabhī bhī bahutkāl K|kē her|har prakār K|kē anubhav key|kī authority K|kē kāraṇ bahutkāl K|kē rājya kī authority mē̃ bhī sāthī bannē vālē hō . 375Jinhōnnē ādi sē saṅkalp kiyā - jahā̃ biṭhāyēṅgē , jaisē chalāyēṅgē vaisē chaltē huē sāth chalē̃gē .
284If you continue to remain in unity, others won’t have a chance to become disunited.
376Tō sāth chalnē kā pahlā vāydā bāpdādā kō nibhānā hī paṛēgā . 377Brahmā bāp K|kē bhī sāth rahnē vālē hō .
285If one person raises his hand to clap and the other one doesn’t give his hand, there won’t be any sound.
378Rājya mē̃ bhī sāth rahē̃gē , bhakti mē̃ bhī sāth rahē̃gē .
286If someone is doing anything that brings disunity, you just maintain your unity.
379Jitnā abhī buddhi sē sadā kā sāth rahtā hai usī hisāb sē rājya mē̃ bhī sadā sāth haĩ .
287Then, those who have disunity will not be able to carry out the task of disunity. 288They will have to come into that unity.
380Agar abhī thōṛā-sā dūr tō kōī janm mē̃ dūr K|kē hō jāyēṅgē .
289Therefore, remember the three things: reality, royalty and unity.
381Kōī janm mē̃ najdīk K|kē . 382Lēkin jō sadā hī buddhi sē sāth mē̃ rahtē haĩ , vah vahā̃ bhī sāth-sāth rahē̃gē .
290All these three things will constantly cooperate with you in your becoming equal to the Father.
383Sākār mē̃ tō āp sab 14 varṣh sāth rahē , saṅgamyug K|kē 14 varṣh kitnē varṣhō̃ K|kē samān hō gayē . 384Saṅgamyug kā itnā samay sākār rūp mē̃ sāth rahē hō , yah bhī bahut baṛā bhāgya hai . 385Phir buddhi sē bhī sāth hō , ghar mē̃ bhī sāth hōṅgē , rājya mē̃ bhī sāth hōṅgē . 386Bhalē takht par thōṛē baiṭhtē haĩ lēkin royal family K|kē najdīk sambandh mē̃ , sārē din key|kī dincharyā mē̃ sāth rahnē mē̃ part jarūr bajātē haĩ .
291Do you understand?
387Tō yah ādi sē sāth rahnē kā vāydā sārā kalp hī chaltā rahēgā .
292Today, you have learnt the lesson of threes. 293The Father is proud of you children.
388Bhakti mē̃ bhī kāphī samay sāth rahē̃gē .
294No other Father can have such worthy and yogi children.
389Yah pīchhē K|kē janm mē̃ thōṛā-sā kōī dūr , kōī najdīk lēkin phir bhī sāth sārā kalp kisī na kisī rūp sē rahtē haĩ . 390Aisā vāydā hai nā !
295You are worthy and you are also yogi, and each one of you is multimillion times fortunate. 296No one throughout the whole cycle could have so many such children.
391Isliē āp lōgō̃ kō sabhī kis najar sē dēkhtē haĩ ! 392Bāp K|kē rūp hō .
297So, why has BapDada especially kept the time of amrit vela for you Brahmin children?
393Isī kō hī bhakti mē̃ unhōnnē kahā hai - yah sab bhagvān K|kē rūp haĩ ! 394Kyōṅki bāp samān bantē hō nā !
298Because at that time BapDada especially brings the speciality, the service and virtues of every child in front of Him.
395Āpkē rūp sē bāp dikhāī dētā hai isliē bāp K|kē rūp kah dētē haĩ . 396Jō bāp K|kē sadā sāth rahnē vālē haĩ unkī yahī viśhēṣhtā hōgī , unkō dēkhkar bāp yād āyēgā , unkō nahī̃ yād karē̃gē lēkin bāp kō yād karē̃gē . 397Unhō̃ sē bāp K|kē charitra , bāp key|kī dr̥iṣhṭi , bāp K|kē karma , sab anubhav hōṅgē . 398Vah svayã nahī̃ dikhāī dēgē lēkin un dvārā bāp K|kē karma vā dr̥iṣhṭi anubhav hōgī .
299And what does He do?
399Yahī viśhēṣhtā hai ananya , samān bachchē key|kī . 400Sabhī aisē hō nā ! 401Āp mē̃ tō nahī̃ phanstē haĩ nā !
300He makes the speciality, virtues and service of every child imperishable by giving them a special blessing.
402Yah tō nahī̃ kahtē phalānī bahut achchhī hai , nahī̃ .
301This is why that time is especially kept for you children.
403Bāp nē inhē̃ achchhā banāyā hai .
302That is the special sustenance of amrit vela.
404Bāp key|kī dr̥iṣhṭi , bāp key|kī pālnā inhō̃ sē miltī hai .
303BapDada gives each one the sustenance of the blessing of love and cooperation.
405Bāp K|kē mahāvākya inhō̃ sē suntē haĩ .
304Do you understand what He does and what you do?
406Yah viśhēṣhtā hai . 407Iskō kahā jātā hai - pyārā bhī lēkin nyārā bhī .
305Shiv Baba is the Bestower of Happiness and the Bestower of Peace.
408Pyārā bhalē sabkā hō lēkin phãsānēvālā nahī̃ hō .
306This is what you say, is it not?
409Bāp kē badlē āpkō yād na karē̃ .
307And the Father gives you sustenance.
410Bāp key|kī śhakti lēnē kē liē bāp K|kē mahāvākya sunnē kē liē āpkō yād karē̃ . 411Iskō kahtē haĩ - pyārā bhī aur nyārā bhī . 412Aisā group hai nā ! 413Kōī tō viśhēṣhtā hōgī nā jō sākār key|kī pālnā lī hai - viśhēṣhtā tō hōgī nā .
308Just as parents get their children ready in the morning, they freshen them up and say: Now, go and eat, drink and study all day long, so BapDada also gives this sustenance at amrit vela, that is, He fills you with power for the whole day.
414Āp lōgō̃ kē pās āyēṅgē tō kyā pūchhē̃gē - bāp kyā kartā thā , kaisē chaltā thā … yahī yād āyēgā nā !
309This is the time for special sustenance. 310This is the time for extra blessings and sustenance.
415Aisī viśhēṣh ātmāyē̃ hō .
311The apron of blessings opens at amrit vela.
416Iskō kahtē haĩ - divine unity . 417Divine key|kī smr̥iti dilāē divine banātē , isliē divine unity .
312Any of you can take as many blessings as you want with an honest heart, not with selfish motives.
41850 varṣh avināśhī rahē hō tō avināśhī bhav key|kī mubārak hō .
313When it is with selfish motives, you would say: Give me this!
419Kaī āyē kaī chakra lagānē gayē . 420Āp lōg tō anādi avināśhī hō gayē .
314What does BapDada do when you ask with selfish motives?
421Anādi mē̃ bhī sāth , ādi mē̃ bhī sāth .
315He gives you just that much power to fulfil your intentions.
422Vatan mē̃ sāth rahē̃gē tō sēvā kaisē karē̃gē ! 423Āp tō thōṛā-sā ārām bhī kartē hō , bāp kō ārām key|kī bhī āvaśhyaktā nahī̃ . 424Bāpdādā issē bhī chhūṭ gayē .
316However, as soon as your intention is fulfilled, everything is finished. 317Nevertheless you are His children and so He will not say no.
425Avyakt kō ārām key|kī āvaśhyaktā nahī̃ . 426Vyakt kō āvaśhyaktā hai .
318Therefore, constantly continue to be sustained with blessings.
427Ismē̃ āpsamān banāyē̃ tō kām khatm hō jāē .
319Continue to move along, continue to fly.
428Phir bhī dēkhō jab kōī sēvā kā chance bantā hai tō bāp samān athak ban jātē hō . 429Phir thaktē nahī̃ hō .
320For this, to the extent that you make amrit vela powerful, to that extent the whole day will be easy.
430Achchhā
321Do you understand?
431Dādījī sē - bachpan sē bāp nē tājdhārī banāyā hai . 432Ātē hī sēvā key|kī jimmēvārī kā tāj pahnāyā aur samay prati samay jō bhī part chalā - chāhē beggary part chalā , chāhē maujō̃ kā part chalā , sabhī part mē̃ jimmēvārī kā tāj drama anusār dhāraṇ kartī āī hō . 433Isliē avyakt part mē̃ bhī tājdhārī nimitt ban gaī . 434Tō yah viśhēṣh ādi sē part hai .
322To those who constantly keep themselves moving with the aim and qualifications of those who are to pass with honours, to those who constantly share the elevated fortune they receive through renunciation like Father Brahma, to the number one renunciates who create an elevated fortune, to those who easily claim a right to attainment and who progress themselves and progress in service, to those who constantly become cooperative companions at every step and move forward, to those who make their awareness and stage powerful and constantly follow the Father, to such cooperative companions and those who obey orders, obedient children who remain content, to those who know the secrets of making everyone happy, to such elevated souls, to such great charitable souls, to the doubly great donor children, BapDada’s love, remembrance and namaste.
435Sadā jimmēvārī nibhānē vālī . 436Jaisē bāp jimmēvār hai tō jimmēvārī K|kē tājdhārī bannē kā viśhēṣh part hai .
323Blessing: May you be a spiritual star of knowledge and make night into day by becoming a companion of the Sun of Knowledge and the moon of knowledge.
437Isliē ant mē̃ bhī dr̥iṣhṭi dvārā tāj , tilak sab dēkar gayē . 438Isliē āpkā jō yādgār hai nā usmē̃ tāj jarūr hōgā .
324Just as those stars emerge at night, so you spiritual stars of knowledge, you sparkling stars, also emerge in the night of Brahma.
439Jaisē kr̥iṣhṇa kō bachpan sē tāj dikhātē haĩ tō yādgār mē̃ bhī bachpan sē tājdhārī rūp sē pūjtē haĩ . 440Aur sab sāthī haĩ lēkin āp tājdhārī hō .
325Those stars don’t make night into day, but you become companions of the Sun of Knowledge and the moon of knowledge and change night into day.
441Sāth tō sabhī nibhātē lēkin samān rūp mē̃ sāth nibhānā . 442Ismē̃ antar hai .
326Those are the stars of the sky and you are the stars of the earth.
443Vidāī K|kē samay sabhī bachchō̃ kō yādpyār - sabhī taraph K|kē snēhī sahyōgī bachchō̃ kō bāpdādā kā viśhēṣh snēh sampann yādpyār svīkār hō . 444Āj bāpdādā sabhī bachchō̃ kō sadā nirvighna ban , vighna vināśhak ban viśhva kō nirvighna banānē K|kē kārya key|kī badhāī dē rahē haĩ . 445Her|har bachchā yahī śhrēṣhṭh saṅkalp kartā hai ki sēvā mē̃ sadā āgē baṛhē̃ , yah śhrēṣhṭh saṅkalp sēvā mē̃ sadā āgē baṛhā rahā hai aur baṛhātā rahēgā . 446Sēvā K|kē sāth-sāth sva-unnati aur sēvā key|kī unnati kā balance rakh āgē baṛhtē chalō tō bāpdādā aur sarv ātmāō̃ dvārā jinhō̃ kē nimitt bantē hō , unhō̃ K|kē dil key|kī duāyē̃ prāpt hōtī rahē̃gī .
327They belong to matter whereas you are God’s stars.
447Tō sadā balance dvārā blessing lētē huē āgē baṛhtē chalō . 448Sva-unnati aur sēvā key|kī unnati dōnō̃ sāth-sāth rahnē sē sadā aur sahaj saphaltā svarūp ban jāyēṅgē .
328Just as many types of star are visible sparkling in the galaxy of stars, in the same way, you spiritual stars are sparkling in God’s galaxy.
449Sabhī apnē-apnē nām sē viśhēṣh yādpyār svīkār karnā .
329Slogan: To receive a chance for service means to fill your aprons with blessings.
450Achchhā ōm śhānti .
330* * * O M S H A N T I* * *