सोमवार 11 नवंबर 1985 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 111-11-85 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 11-11-85 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2 dīpmālā - samīpatā , sampannatā aur sampūrṇtā kā yādgār 3Sadā jāgtī jōt śhivbābā bōlē
1Today the master of all the deepaks, the One who illuminates and brings light to the world, is seeing the rosary of lights.
4Āj viśhva key|kī jyōti jagānē vālē , jagē huē dīpakō̃ K|kē mālik apnī dīpmālā kō dēkh rahē haĩ .
2Deepmala is really your memorial, so the Lord and Master of the lights is now looking at you, the true rosary of lights.
5Vāstavik dīpmālā āp sabkā yādgār hai .
3The master is unique and the rosary is unique.
6Tō dīpakō̃ kā mālik sachchī dīpmālā dēkh rahē haĩ .
4People do not know the Master, nor do they know the rosary.
7Yah dīpmālā vichitr mālā hai . 8Vichitr mālik aur vichitr mālā hai .
5If they were to recognise the master, they would also recognise the rosary.
9Vē|way lōg tō na mālik kō jāntē haĩ na mālā kō jāntē haĩ . 10Mālik kō jānē tō mālā kō bhī jānē .
6The festival of the rosary of lights is a memorial of three specialities of yours.
11Dīpmālā āp sabkī tīn viśhēṣhatāō̃ kā yādgār hai | 12Ēk hai samīpatā - samīpatā mē̃ snēh samāyā huā hai . 13Agar mālā mē̃ snēh kā , samīpatā kā ādhār na hō tō mālā nahī̃ ban saktī . 14Maṇkā maṇakē sē vā dīpakadīpak sē jab snēh sē samīp ātā hai tab hī mālā kahlāī jātī hai .
7First, closeness - love is always merged with closeness.
15Snēh arthāt samīpatā . 16Snēh key|kī niśhānī samīpatā hī hōtī hai .
8The rosary can only be created when the beads come close together, with love.
17Ēk samīpatā . 18Dūsrī - sampannatā . 19Dīpmālā sampannatā key|kī niśhānī hai .
9Secondly, accomplishment - you are remembered as the deities who bestow.
20Sirph ēk lakṣhmī dhan key|kī dēvī nahī̃ hai lēkin āp sabhī dhan sē sampann dēviyā̃ hō .
10The third aspect is perfection - the lamp shines constantly and steadily.
21Dhan dēvī hōnē K|kē kāraṇ dhanya dēvī bhī gāyē jātē haĩ .
11You are the greatest in the world, the ancestors, and the worship worthy ones.
22Tō dhan dēvī-dhanya dēvī yah sampanntā key|kī niśhānī hai . 23Tīsrī bāt sampūrṇtā .
12Those who become the embodiments of remembrance are the ones who create the memorials.
24Sampūrṇtā arthāt sadā jagē huē dīpak . 25Bujhē huē dīpakō̃ key|kī dīpmālā nahī̃ kahī jātī .
13Have you become the embodiment of remembrance or are you still becoming it?
26Jagē huē dīpak key|kī dīpmālā kahī jātī .
14If the flame has been lit, the darkness disappears.
27Tō sadā ēk ras jagē huē dīpakō̃ key|kī niśhānī - sampūrṇtā hai . 28Tō dīpmālā samīpatā , sampanntā aur sampūrṇtā key|kī viśhēṣhatāō̃ kā yādgār hai . 29Isliē dīpmālā kō baḍā din kahā jātā hai . 30Jō bhī utsav manātē haĩ unkō baṛā din kahā jātā hai .
15Is your flame shining, or flickering?
31Kyōṅki viśhva K|kē baṛō̃ kā din hai . 32Viśhva mē̃ sabsē baṛē tē baṛē kaun haĩ ?
16No one likes a lamp that does not burn steadily - they would rather blow it out.
33Āp sabhī apnē kō samajhtē hō ? 34Tō yah tīnō̃ hī viśhēṣhatāyē̃ svayã mē̃ anubhav kartē hō ?
17People like a holiday, because it is a day of rest and pleasure.
35Āp sabhī kā yādgār manā rahē haĩ . 36Yād svarūp bannē vālō̃ kā yādgār bantā hai . 37Aisē yād svarūp banē hō ?
18You give a holiday to Maya and then all labour finishes, and the days of pleasure and celebration begin.
38Vā abhī bhī kahē̃gē ban rahē haĩ , kyā kahē̃gē ?
19You say ‘hey God, come’ and this brings true rest.
39Jag gayē tō andhkār samāpt hō gayā nā . 40Jag gayē arthāt andhkār samāpt . 41Jag gayē vā ṭimaṭimānē vālē hō ? 42Ṭimaṭimātē huē dīpak kōī pasand nahī̃ kartā .
20They give out sweets, but Baba calls you his “sweet, sweet children” and congratulates you every day - he gives you love and remembrances, and this is the true celebration.
43Abhī bujhā , abhī jagā . 44Light bhī agar ēkras nahī̃ jaltī tō pasand nahī̃ karē̃gē .
21To become the true rosary of lights is to celebrate.
45Uskō band kar dēgē nā .
22The meeting is the celebration.
46Jagmagātē huē dīpak aur ṭimaṭimātē huē dīpak .
23You have come to the home of all pleasure.
47Kyā pasand karē̃gē ? 48Baṛē din key|kī chhuṭṭī kyō̃ manātē haĩ ?
24When the mind experiences pleasure, then every task brings nothing but pleasure.
49Jō bhī baṛē din ātē haĩ usmē̃ chhuṭṭī manātē haĩ . 50Aur chhuṭṭī key|kī khuśhī hōtī hai . 51Her|har mās K|kē calendar mē̃ pahlē sab kyā dēkhtē haĩ ? 52Baṛē din kitnē haĩ , chhuṭṭiyā̃ kitnī haĩ ?
25You have finished the burning of Ravan, so you have now come to celebrate Diwali - Ravan must be burned completely, before the festival of lights can take place.
53Tō baṛā din arthāt chhuṭṭī kā din . 54Mēhnat sē chhuṭṭī kā din . 55Mēhnat sē chhuṭṭī kā din aur muhabbat K|kē majē mē̃ rahnē kā din . 56Jab kamzōriyō̃ kō vā māyā kō chhuṭṭī dē dētē hō tō mēhnat khatm aur majē K|kē din śhurū hō jātē haĩ .
26Achcha.
57Baṛā din arthāt chhuṭṭī kā din . 58Isliē yādgār rūp mē̃ bhī chhuṭṭī manāī jātī hai . 59Chhuṭṭī K|kē din kyā kartē haĩ ?
27There has been an increase in the number of children, and as this will continue so a new system will have to be created.
60Mauj manātē haĩ nā . 61Chhuṭṭī kā din ārām kā din hōtā hai . 62Āpkā ārām kyā hai ?
28It has now been 17 years since becoming avyakt, that is 17 lessons are over.
63Āp ārām kartē hō ?
29What more remains?
64Yā ā-rām kartē hō ? 65Ārām nahī̃ ā rām-ā rām kartē hō nā . 66Isī kō hī vāstavik ārām kahtē haĩ .
30Out of love for the children, Baba continues to take this temporary chariot and come into a corporeal form.
67Dīpmālā mē̃ aur kyā kartē hō ?
3117 years is not a short time.
68Mubārak , badhāīyā̃ dētē hō nā !
32There is a limit to both time and body.
69Kōī bhī utsav ātā hai , jab ēk dō sē miltē haĩ tō badhāī dētē hō nā ! 70Yah rivāj bhī kyō̃ chalā hai ?
33You use the word “avyakt” and yet your desire is to experience the meeting in a corporeal form.
71Jab bhī kōī kō mubārak dētē hō tō kaisē dētē hō ? 72Galē miltē , hāth bhī miltē , miṭhāī khilātē , khuśhī manātē haĩ . 73Apnī yād aur pyār dēnā aur lēnā ismē̃ bhī mubārak māntē haĩ . 74Tō saṅgam par arthāt baṛē dinō̃ par āp sabhī sadākāl kē liē māyā K|kē vidāī key|kī badhāī manātē hō .
34Why is this?
75Vijayī bantē hō . 76Isliē vijayī bachchō̃ kō bāpdādā sadā mubārak dētē haĩ .
35Is it because it seems easier?
77Yādpyār dētē arthāt mubārak dētē . 78Bāpdādā rōj mubārak dētē huē bāpdādā her|har rōj bachchō̃ kō kaun-sā śhabda kahtē haĩ ?
36Still, in order to fulfill the responsibility to new children, and to finish their complaints, BapDada continues to come.
79 mīṭhēmīṭhē kah mukh mīṭhā kar dētē haĩ .
37But on the 18th of January, the 18th year will begin.
80Bāpdādā rōj mīṭhē-mīṭhē śhabda hī kahtē haĩ .
38What happened in the 18th Chapter of the Gita?
81Mīṭhā kā yādgār hai .
39Everyone was ready.
82Mukh mīṭhā kartē rahtē hō .
40Have you completed all service?
83Aisī dīpmālā manānē vālē hō vā āpkī dīpmālā manāī jā rahī hai . 84Āpnē bāp kē sāth manāī hai , isliē viśhva āpkī yādgār manātā , samjhā dīpmālā kā arth|earth kyā hai - bannā hī manānā hai . 85Dīpmālā kē liē āyē hō ! 86Bāpdādā bhī dīpakō key|kī mālā kō dēkh harṣhit hōtē haĩ .
41Now, become avyakt like the Father.
87Milnā hī manānā hai .
42Have you served in the subtle form?
88Sabhī maujō̃ K|kē ghar mē̃ pahũch gayē hō nā . 89Madhuban arthāt maujō̃ kā ghar . 90Man mē̃ mauj hai tō her|har kārya mē̃ mauj hai .
43Now become avyakt, destroy all attachment, and maintain the consciousness of one, that is, become the embodiment of remembrance.
91Kisī bhī prakār key|kī mūnjh nahī̃ . 92Kyō̃-kyā yah hai - mūnjh .
44This service still remains - the service of going on pilgrimage on foot has been done.
93Ōhō , āhā yah hai mauj . 94Kyō̃ , kyā tō ab nahī̃ hai nā .
45BapDada will now celebrate the meeting with the children on a subtle level.
95Daśhaharā tō manā K|kē āyē hō nā . 96Abhī divālī manānē āyē hō . 97Daśhaharē K|kē binā dīvālī nahī̃ hōtī .
46The children have a right to the murli, and to the meeting through the murli and through avyakt drishti.
98Daśhaharā samāpt karkē dīvālī manānē āyē hō . 99Vijayī hō gayē hō nā !
47Both forms of meeting can give the experience of blessings.
100Achchhā . 101Bachchō̃ key|kī vr̥iddhi hōtī jā rahī hai aur hōtī rahēgī . 102Vr̥iddhi pramāṇ vidhi bhī banānī paṛtī hai .
48So now stabilise your consciousness in the subtle stage and experience all blessings through drishti.
103Avyakt hōtē abhī 17 varṣh kā 17 vā̃ pāṭh pūrā huā . 104Bākī kyā rahā hai ?
49Otherwise in seeking to listen, you may miss the importance of drishti.
105Phir bhī bāpdādā bachchō̃ K|kē snēh K|kē kāraṇ avyakt hōtē bhī vyakt mē̃ ṭēmprērī rath mē̃ 17 sāl savārī key|kī . 10617 sāl cum|kam tō nahī̃ .
50The blessings that come through words, through the “magic of the murli”, are sometimes remembered, and sometimes forgotten.
107Samay aur śharīr key|kī sīmā bhī hōtī hai . 108Nām tō avyakt kahtē aur milnē chāhtē vyakt mē̃ . 109Yah kyō̃ ? 110Sahaj lagtā hai isliē ?
51A blessing received through drishti, through “going beyond simply through one glance”, is a blessing of permanent transformation.
111Phir bhī bāpdādā nayē-nayē bachchō̃ kā ulhanā nibhānē kē liē ātē rahtē haĩ .
52So take on your avyakt form and claim all rights and blessings through drishti.
112Abhī 18 tārīkh kō phir 18 sāl śhurū hōgā . 11318 adhyāy kyā hai ? 114Sabhī taiyār hō nā .
53Through this you will become the embodiment of remembrance and of power.
115Sēvā samāpt kar lī ? 116Abhī bāp samān avyakt rūp ban jāō .
54So, through drishti learn the language of drishti.
117Avyakt rūp key|kī sēvā key|kī ? 118Abhī tō avyakt rūp kō bhī vyakt mē̃ ānā paṛtā hai .
55The task of establishment began simply through the magic of drishti, the language of drishti.
119Avyakt rūpdhārī ban naṣhṭōmōhā smr̥itirlabdhā arthāt smr̥iti svarūp . 120Abhī yah sēvā rahī huī hai . 121Padayātrā key|kī sēvā tō kar lī , ab rūhānī yātrā kā anubhav karānā hai . 122Abhī isī yātrā key|kī āvaśhyaktā hai .
56Do you understand?
123Isliē abhī bāpdādā bhī avyakt vidhi pramāṇ bachchō̃ sē milan manāyēṅgē . 124Vr̥iddhi pramāṇ vidhi kō parivartan karnā hī hōtā hai . 125Bachchō̃ kā adhikār hai - murlī . 126Murlī dvārā milnā aur avyakt dr̥iṣhṭi dvārā , yah dōnō̃ milan vardān key|kī anubhūti karā saktē haĩ .
57Achcha.
127Isliē avyakt sthiti mē̃ sthit hō ab dr̥iṣhṭi dvārā vardānō̃ kā anubhav karō .
58BapDada smiles on seeing the rosary of victory, the rosary of lamps around his neck.
128Nahī̃ tō sunnē key|kī jigyāsā sē dr̥iṣhṭi kā mahatva cum|kam anubhav kar saktē hō . 129Dō gāyan haĩ - najar sē nihāl aur murlī kā jādū !
59Congratulations forever to the children who have all three specialities - who are constantly full because of staying close, being accomplished, and maintaining perfection.
130Isliē ab dr̥iṣhṭi dvārā vardān pānē K|kē adhikārī banō .
60May your treasures stay with you forever.
131Jitnā svayã avyakt sthiti mē̃ sthit hōṅgē utnā avyakt dr̥iṣhṭi key|kī bhāṣhā kō catch kar sakē̃gē . 132Yah dr̥iṣhṭi kā vardān sadākāl kā parivartan kā vardān hai . 133Vāṇī kā vardān kabhī yād rahtā kabhī bhūl jātā hai . 134Lēkin avyakt rūp ban avyakt dr̥iṣhṭi sē prāpt huā vardān sadā smr̥iti svarūp samarth svarūp banātā hai .
61May you constantly be sweet.
135Abhī dr̥iṣhṭi sē dr̥iṣhṭi key|kī bhāṣhā kō jānō .
62You are the ones who make others become sweet.
136Sthāpanā mē̃ kyā huā ? 137Dr̥iṣhṭi key|kī bhāṣhā sē dr̥iṣhṭi K|kē jādū sē sthāpanā kā kārya ārambh huā .
63With sweet words, and with sweet wishes in your heart, you sweeten the minds and lips of all others.
138Samjhā achchhā phir sunāyēṅgē 18 adhyāy key|kī sēvā kyā hai .
64So, blessings of constant sweetness.
139Bachchē ghar kā śr̥ṅgār haĩ . 140Madhuban kā śr̥ṅgār madhuban mē̃ pahũch gayē hō .
65BapDada is seeing the shining lights of all the children, including all those who are far away.
141Bhal manāō , gāō-nācō , lēkin avyakt rūp mē̃ . 142Nyārē aur pyārē rūp mē̃ .
66The garland of names of each and every one is now around BapDada’s neck.
143Jō duniyā kartī hai vah nyārāpan nahī̃ . 144Khēlō , khāō , hansō , nāchō lēkin nyārē aur pyārē rahō . 145Bāpdādā sabhī sēvākēndrō̃ K|kē dēśh-vidēśh K|kē sabhī bachchō̃ kō , apnē galē K|kē vijayī mālā , dīpmālā kō dēkhtē huē harṣhit hō rahē haĩ aur harēk vijayī jagē huē dīpak kō saṅgamyug aur naī duniyā K|kē sarv janmō̃ key|kī mubārak dē rahē haĩ . 146Sadā samīp rahnē vālē , sadā sampann rahnē vālē , sadā sampūrṇ rahnē vālē , tīnō̃ viśhēṣhatāō̃ sē bharpūr bachchō̃ kō trimūrti sambandh sē sadākāl key|kī mubārak kahō , badhāī kahō , greetings kahō , sadā hai aur sadā rahēgī .
67The sound of each one’s heart has reached the comforter of hearts.
147Bāpdādā bhī dhanvān bachchō̃ kō dhanya hō dhanya hō key|kī mubārak dē rahē haĩ . 148Sadā mīṭhē haĩ , mīṭhē banānē vālē haĩ . 149Mīṭhē bōl , mīṭhī bhāvnā sē sabkō man aur mukh mīṭhā karānē vālē , aisē sadā mīṭhā bhav !
68And so to all the children who are here personally, and to the children who are close and yet far away: love, remembrances and namaste, filled with closeness, perfection, love, and acccomplishment.
150Bāpdādā sabhī bachchō̃ key|kī jagmagātī huī jyōti dēkh rahē haĩ . 151Dūr hōtē bhī anēk bachchō̃ K|kē jagmagātē huē jyōti samūh K|kē rūp mē̃ bāpdādā K|kē sāmnē abhī bhī haĩ . 152Sabhī bachchō̃ K|kē mubārak K|kē saṅkalp , bōl , patra aur card bāpdādā K|kē sāmnē haĩ . 153Sabhī dēśh-vidēśh K|kē bachchō̃ key|kī dīpmālā key|kī mubārak K|kē return mē̃ akṣhauṇī bār bāpdādā mubārak dē rahē haĩ .
69(dadis)
154Nām nahī̃ lētē lēkin nām bāpdādā K|kē sāmnē haĩ . 155Har ēk K|kē nāmō̃ key|kī mālā bhī bāpdādā K|kē galē mē̃ pirōī huī hai .
70The more you stabilise yourself in the avyakt stage, the more you will experience all the bhagat souls invoking you.
156Bhinn-bhinn kārḍsa vatan key|kī dīvār mē̃ lagē huē haĩ . 157Lēkin dil kā āvāz dilārām tak pahũch gayā .
71There should be special vibrations that you are able to send, through Baba, to fulfill the pure hopes and desires of those bhagats.
158Dūr sō samīp bachchō̃ aur sammukh ānē vālē bachchō̃ , dōnō̃ kō snēh sampannatā aur sampūrṇtā bharī yādpyār aur namastē . 159 160Dādiyō̃ sē - mālā K|kē vijayī ratna sadā hī viśhēṣh gāyē aur pūjē jātē haĩ . 161Aisī viśhēṣh pūjya ātmāyē̃ hō .
72At the end, those bhagat souls will also see you, their worship-worthy souls, in a clearly revealed form together with the Father, and they will say: “yes, these are our special deities”.
162Jab kōī aisā din ātā hai tō jitnā avyakt sthiti mē̃ sthit hōtē hō utnā bhakta ātmāō̃ K|kē āhvān kā anubhav hōtā hai ! 163Bhaktō̃ key|kī śhubh bhāvnāyē̃ vā kāmanāyē̃ bāp dvārā pūrṇ karānē kē liē viśhēṣh vibration ānē chāhiē . 164Ākhir sabhī bhakta ātmāyē̃ bāp kē sāth apnī pūjya ātmāō̃ kō pratyakṣha rūp mē̃ dēkhē̃gī . 165Varṇan karē̃gī ki vahī hamārē iṣhṭ dēv haĩ .
73You have the stage of one strength and one support.
166Iṣhṭ dēv kiskō banātē haĩ ? 167Iṣhṭ kyō̃ kahtē haĩ ? 168Kyōṅki usī ēk mē̃ - ēk bal ēk bharōsā hōtā hai . 169Usī mē̃ paripakva rahtē haĩ .
74Those who become the special deities have one support both in faith and in service, and are strong in all relationships.
170Unhō̃ kē liē vahī ēk sab kuchh hōtā hai , aisē jō ēk bāp mē̃ iṣhṭ bhāvnā vālē rahē haĩ , iṣhṭ sthiti vālē rahē haĩ vahī iṣhṭ dēv bantē haĩ . 171Iskō kahtē haĩ - ēk bal ēk bharōsā ! 172Iṣhṭ dēv key|kī niśhānī yah hai jō ēk bal ēk bharōsē key|kī sthiti mē̃ , niśhchay mē̃ , sēvā mē̃ , paripakva rahē haĩ . 173Isliē iṣhṭ dēv kō mānnē vālē bhakta bhī ēkāgr rahtē haĩ .
75There are also bhagats who are unshakeable in their remembrance of their special deity.
174Yahā̃ vahā̃ nahī̃ bhaṭaktē haĩ . 175Ēk mē̃ aṭal rahtē haĩ . 176Bāp pratyakṣha hōṅgē lēkin bāp K|kē sāth-sāth sab iṣhṭ dēv , iṣhṭ dēviyā̃ bhī pratyakṣha hōṅgē .
76You special Gods and Goddesses will be revealed together with Baba, and you must give your bhagats the return of their remembrance.
177Yah bhī naśhā chāhiē ki ham śhrēṣhṭh ātmāō̃ kā āhvān hō rahā hai .
77It will be from Baba that they will receive, but you will be the instruments responsible for that.
178Aur ham hī bāp dvārā unhō̃ kō return dilānē vālē haĩ . 179Dilāyēṅgē tō bāp dvārā hī lēkin nimitt bantē haĩ - isliē vah iṣhṭ dēv K|kē rūp mē̃ pūjē jātē haĩ .
78When Brahma Baba had reached perfection, everyone would naturally feel they were receiving blessings from him, as he walked and moved, as he looked.
180Viśhēṣh dinō̃ par jaisē viśhēṣh bhakta lōg vrat rakhtē haĩ , sādhnā kartē haĩ .
79In the same way, as you walk and move, experience fulfilling souls through the Father.
181Ēkāgratā kā viśhēṣh attention rakhtē haĩ .
80There will be no need to say anything.
182Aisē sēvādhārī bachchō̃ kō bhī vah vibration ānē chāhiē . 183Ham hī haĩ !
81Now you must reach the stage of granting visions - be the image that grants visions.
184Yah anubhav hōnā chāhiē . 185Bāpdādā tō hai hī lēkin sāth mē̃ ananya bachchē bhī haĩ . 186Yah practical mē̃ mahsūstā ānī chāhiē .
82In the beginning, as you walked and moved, you saw the image that granted visions - you did not see Brahma, you saw Krishna.
187Jō āśhīrvād , āśhīrvād kā rivāj chalā hai , vah aisē anubhav hōgā jaisē sampann hōnē K|kē kāraṇ brahmā bāp dvārā chaltē-phirtē sabkō svataḥ āśhīrvād kā anubhav hōtā thā . 188Tō āp bhī chaltē-phirtē aisē anubhav karō jaisē bāp dvārā kuchh na kuchh prāpti karā rahē haĩ . 189Prāpti hī āśhīrvād hai . 190Aur kuchh mukh sē nahī̃ kahē̃gē lēkin prāpti kā anubhav karānē K|kē kāraṇ sabkē mukh sē - yahī haĩ , yahī̃ haĩ K|kē gīt nikalē̃gē .
83You fell in love with Krishna, not Brahma.
191Vah bhī din ānē vālē haĩ . 192Sākṣhātkār mūrtta abhī hōnē chāhiē .
84Brahma disappeared and Krishna was seen, and that is why you came running here.
193Abhī sēvā sākṣhātkār mūrtta dvārā hō . 194Jaisē śhurū mē̃ chaltē-phirtē sākṣhātkār mūrtta dēkhtē thē .
85So when they say that Krishna abducted everyone, it is true, because you saw Brahma as Krishna.
195Brahmā kō nahī̃ dēkhtē thē , kr̥iṣhṇa kō dēkhtē thē .
86This was the form that gave you intoxication and made you come running.
196Kr̥iṣhṇa par mōhit huē nā ! 197Brahmā par tō nahī̃ huē .
87It was the visions that made you renounce everything.
198Brahmā gum hōkar kr̥iṣhṇa dikhāī dētā thā tab tō bhāgē nā ! 199Kr̥iṣhṇa nē bhagāyā yah tō right hai .
88Visions in bhakti are just for seeing, but when there is a vision in gyan, there is also the experience of attaining.
200Kyōṅki brahmā kō brahmā nahī̃ dēkhtē kr̥iṣhṇa dēkhtē thē . 201Tō yah sākṣhātkār svarūp huā nā ! 202Usī nē itnā mast banāyā , bhagāyā .
89“Krishna belongs to me”, “we are the gopis” - this was the intoxication that initiated the beginning: “we are those ones - those are our images”.
203Sākṣhātkār nē hī sab kuchh chhuṛāyā .
90Let this intoxication grant visions for service now.
204Bhakti kā sākṣhātkār sirph dēkhnē kā hētā hai .
91As people listen, they are influenced, but there is no transformation.
205Lēkin gyān kā hōtā hai dēkhnē kē sāth pānā - yahī antar hai .
92They say “good, good” but they do not become good.
206Sirph dēkhā nahī̃ , pāyā . 207Kr̥iṣhṇa hamārā hai , ham gōpiyā̃ haĩ , isī naśhē nē sthāpanā karāī .
93But when there is attainment through visions, they will not be able to keep from changing.
208Ham vahī haĩ , hamārē hī chitra haĩ . 209Tō aisē hī sākṣhātkār dvārā abhī bhī sēvā hō .
94As all of you have become, so too, as you walk and act, give visions of your angelic form.
210Sunnē dvārā prabhāv tō paṛtā hī hai lēkin parivartan nahī̃ hōtā hai .
95Not just those who give lectures, but let all of you be seen as the images that grant visions.
211Achchhā-achchhā kahtē haĩ lēkin achchhā bantē nahī̃ . 212Jab unhē̃ sākṣhātkār mē̃ prāpti hōgī tō bannē K|kē binā rah nahī̃ sakē̃gē . 213Jaisē āp sab ban gayē hō nā !
96Many give lectures, but all of you are the ones who give the experience. 97Those who are able to do this are the ones who move ahead.
214Tō abhī chaltē-phirtē phariśhtē svarūp kā sākṣhātkār karāō .
98You cannot give an experience simply by conducting classes.
215Sirph bhāṣhaṇ vālē nahī̃ lēkin sākṣhātkār svarūp dikhāī dē . 216Bhāṣhaṇ karnē vālē tō bahut haĩ lēkin āp hō bhāsnā dēnē vālē . 217Aisē jō bantē haĩ vahī number āgē lētē haĩ . 218Sirph class karānē sē bhāsnā nahī̃ ātī , class suntē bhī harēk key|kī chāhnā hōtī ki bhāsnā milē , tō ab bhāṣhaṇ badalkar bhāsnā dō .
99Even as they hear classes, they continue to desire an experience.
219Tab samajhē̃gē ki yah allāh lōg haĩ . 220Allāh lōg arthāt nyārē . 221Abhī tō kah dētē haĩ - yah bhī achchhā vah bhī achchhā .
100So now change the lectures and start giving that experience, and only then will they realise that these are the people of God.
222Milātē rahtē haĩ lēkin abhī bhāsnā svarūp ban jāō .
101The “people of God” means the ones who are totally detached and unique.
223Prāpti kā anubhav karāō .
102* * * O M S H A N T I* * *