सोमवार 2 दिसंबर 1985 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 102-12-85 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 02-12-85 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Bandhanō̃ sē mukt key|kī yukti - rūhānī śhakti
1Spiritual power – the way to become free from bondage.
3Mukti-jīvanmukti dātā śhivbābā bōlē 4Āj bāpdādā apnē rūhānī bachchō̃ key|kī rūhāniyat key|kī śhakti dēkh rahē thē .
2Today, BapDada was looking at the power of spirituality of His spiritual children.
5Har ēk rūhānī bachchē nē rūhānī bāp sē rūhānī śhakti kā sampūrṇ adhikār bachchē hōnē K|kē nātē prāpt tō kiyā hī hai .
3Because of being His children every spiritual child has claimed the full right of spiritual power from the Father.
6Lēkin prāpti svarūp kahā̃ tak banē haĩ , yah dēkh rahē thē .
4However, Baba was seeing to what extent you have become embodiments of attainment.
7Sabhī bachchē her|har rōj svayã kō rūhānī bachchā kah rūhānī bāp kō yādpyār kā return mukh sē yā man sē yādpyār vā namastē K|kē rūp mē̃ dētē haĩ . 8Return dētē hō nā .
5Every day, all the children call themselves spiritual children and give the return of love and remembrance to the spiritual Father either through their lips or their mind in the form of love and remembrance or namaste.
9Report bhī kartē hō .
6You do give this return, do you not?
10Iskā rahasya yah huā ki rōj rūhānī bāp rūhānī bachchē kah rūhānī śhakti kā vāstavik svarūp yād dilātē haĩ . 11Kyōṅki is brāhmaṇ jīvan key|kī viśhēṣhtā hī hai - rūhāniyat .
7The meaning of this is that every day the spiritual Father calls you the spiritual children and reminds you of the real meaning of spiritual power because the speciality of this Brahmin life is spirituality.
12Is rūhāniyat key|kī śhakti sē svayã kō vā sarv kō parivartan kartē hō .
8You transform yourself and others with the power of this spirituality.
13Mukhya foundation hī yah rūhānī śhakti hai .
9The main foundation is this spiritual power.
14Is śhakti sē hī anēk prakār K|kē jismānī bandhanō̃ sē mukti miltī hai .
10It is with this power that you receive liberation from many types of bondage.
15Bāpdādā dēkh rahē thē ki ab tak bhī kaī sūkṣhma bandhan jō svayã bhī anubhav kartē haĩ ki is bandhan sē mukti hōnī chāhiē . 16Lēkin mukti pānē key|kī yukti practical mē̃ lā|law nahī̃ saktē . 17Kāraṇ ?
11BapDada was seeing that even now there are some subtle bondages which you also experience you should have been liberated from, but that you are unable to put into a practical form the method to attain liberation. 12What is the reason for this?
18Rūhānī śhakti her|har karma mē̃ use karnā nahī̃ ātā hai .
13It is because you don’t know how to use spiritual power in every action.
19Ēk hī samay , saṅkalp , bōl aur karma tīnō̃ kō sāth-sāth śhaktiśhālī banānā paṛē .
14At the same time, you have to make all three – thoughts, words and deeds powerful.
20Lēkin loose kismē̃ hō jātē haĩ ?
15But what is it that you become loose in?
21Ēk taraph saṅkalp kō śhaktiśhālī banātē haĩ tō vāṇī mē̃ kuchh loose hō jātē haĩ .
16On the one hand you make your thoughts powerful, but you become a little loose in your words.
22Kab vāṇī kō śhaktiśhālī banātē haĩ tō karma mē̃ loose hō jātē haĩ .
17Sometimes, you make your words powerful and you become a little loose in your deeds.
23Lēkin yah tīnō̃ hī rūhānī śhaktiśhālī ēk hī samay par banāvē̃ tō yahī yukti hai mukti key|kī .
18However, to make all three powerful spiritually at the same time is the method to attain liberation.
24Jaisē sr̥iṣhṭi key|kī rachnā mē̃ tīn kārya sthāpanā , pālnā aur vināśh , tīnō̃ hī āvaśhyak haĩ . 25Aisē sarv bandhanō̃ sē mukt hōnē key|kī yukti - mansā , vāchā , karmaṇā tīnō̃ rūhānī śhaktiyā̃ sāth-sāth āvaśhyak haĩ .
19Just as for the creation of the world, all three tasks of creation, sustenance and destruction are essential, in the same way, the method to become free from all types of bondage is that it is essential to have spiritual power in all three – thoughts, words and deeds – at the same time.
26Kabhī mansā kō sambhāltē tō vāchā mē̃ kamī paṛ jātī .
20Sometimes you look after your mind and then something is lacking in your words.
27Phir kahtē sōchā tō aisē nahī̃ thā , patā nahī̃ yah kyō̃ hō gayā .
21You then say: I wasn’t thinking like that, and I don’t know why it happened.
28Tīnō̃ taraph pūrā attention chāhiē .
22There has to be full attention to all three.
29Kyōṅki yah tīnō̃ hī sādhan sampann sthiti kō aur bāp kō pratyakṣha karnē vālē haĩ .
23Why? 24All these three methods will reveal your stage of perfection and the Father.
30Mukti pānē kē liē tīnō̃ mē̃ rūhāniyat anubhav hōnī chāhiē .
25In order to attain liberation, spirituality has to be experienced in all three.
31Jō tīnō̃ mē̃ yuktiyukt haĩ vō hī jīvanmukt haĩ .
26Those who are yuktiyukt in all three are liberatedinlife.
32Tō bāpdādā sūkṣhma bandhanō̃ kō dēkh rahē thē .
27So BapDada was looking at the subtle bondages.
33Sūkṣhma bandhan mē̃ bhī viśhēṣh in tīnō̃ kā connection hai .
28In the subtle bondages, these three also have a special connection.
34Bandhan key|kī niśhānī - bandhan vālā sadā hī parvaśh hōtā hai .
29The sign of someone in bondage is that that one is always influenced by others.
35Bandhan vālā apnē kō āntarik khuśhī vā sukh mē̃ sadā anubhav nahī̃ karēgā .
30Someone who is in bondage will not always experience internal happiness or have the constant experience of happiness.
36Jaisē laukik duniyā mē̃ alpkāl K|kē sādhan alpkāl key|kī khuśhī vā sukh key|kī anubhūti karātē haĩ lēkin āntarik vā avināśhī anubhūti nahī̃ hōtī .
31In the physical world, temporary facilities give you the experience of temporary happiness and joy, but there isn’t the experience of internal or imperishable happiness.
37Aisē sūkṣhma bandhan mē̃ bandhī huī ātmā is brāhmaṇ jīvan mē̃ bhī thōṛē samay kē liē sēvā kā sādhan , saṅgaṭhan key|kī śhakti kā sādhan , kōī na kōī prāpti K|kē sādhan , śhrēṣhṭh saṅg kā sādhan in sādhanō̃ K|kē ādhār sē chaltē haĩ . 38Jab tak sādhan haĩ tab tak khuśhī aur sukh key|kī anubhūti kartē haĩ .
32Similarly, souls who are tied in these subtle bondages continue to move along in this Brahmin life for a short time on the basis of the means of service, the power of a gathering, one attainment or another or elevated company, and whilst they have these methods (means), they are able to experience happiness and joy.
39Lēkin sādhan samāpt huā tō khuśhī bhī samāpt .
33However, when the means finishes (or is removed), their happiness also finishes.
40Sadā ēkras nahī̃ rahtē .
34It doesn’t stay constant.
41Kabhī khuśhī mē̃ aisā nāchtā rahēgā us samay jaisē ki un jaisā kōī hai nahī̃ .
35Sometimes they would dance in such happiness that, at that time, there is no one like them.
42Lēkin rūkēgā phir aisā jō chhōṭā-sā patthar bhī pahāṛ samān anubhav karēgā .
36However, when they come to a standstill, even a tiny stone will be experienced to be like a mountain.
43Kyōṅki original śhakti na hōnē K|kē kāraṇ sādhan K|kē ādhār par khuśhī mē̃ nāchtē .
37Because of not having their original power, they dance in happiness on the basis of those means.
44Sādhan nikal gayā tō kahā̃ nāchēgā ?
38Once the means are removed, where will they dance?
45Isliē āntarik rūhānī śhakti tīnō̃ rūpō̃ mē̃ sadā sāth-sāth āvaśhyak hai .
39This is why internal spiritual power is always essential simultaneously in all three forms.
46Mukhya bandhan hai - mansā saṅkalp key|kī kaṇṭrōliṅg power nahī̃ .
40The main bondage is that there is no controlling power on the thoughts in the mind.
47Apnē hī saṅkalpō̃ K|kē vaśh hōnē K|kē kāraṇ parvaśh kā anubhav kartē haĩ .
41Because of being influenced by your own thoughts, you experience yourself to be influenced by others.
48Jō svayã K|kē saṅkalpō̃ K|kē bandhanō̃ mē̃ hai vah bahut samay isī mē̃ busy rahtā hai .
42Those who are in bondage to their own thoughts remain busy in this for a long time.
49Jaisē āp lōg bhī kahtē hō nā ki havāī kilē banātē haĩ .
43You also speak of building castles in the air.
50Kilē banātē aur bigāṛtē haĩ .
44You build the castles and then you break them.
51Bahut lambī dīvār khaṛī kartē haĩ .
45You put up a big wall.
52Isīliē havāī kilā kahā jātā hai .
46This is why it is called a castle in the air.
53Jaisē bhakti mē̃ pūjā kar , sajā-dhajā karkē phir ḍubō dētē haĩ nā , aisē saṅkalp K|kē bandhan mē̃ bandhī huī ātmā bahut kuchh banātī aur bahut kuchh bigāṛtī hai .
47Just as on the path of devotion they worship idols, decorate them and then sink them, in the same way, souls who are tied in bondage to their thoughts build many things and then they also spoil many of those things.
54Svayã hī is vyarth kārya sē thak bhī jātī hai . 55Dilśhikasta bhī hō jātē haĩ .
48They themselves become tired of that wasteful task and also become disheartened.
56Aur kabhī abhimān mē̃ ākar apnī galatī|galtī dūsrē par bhī lagātē rahtē .
49And, sometimes, out of arrogance, they blame others for their own mistake.
57Phir bhī samay bītnē par andar samajhtē haĩ , sōchtē haĩ ki yah ṭhīk nahī̃ kiyā . 58Lēkin abhimān K|kē parvaśh hōnē K|kē kāraṇ , apnē bachāv K|kē kāraṇ , dūsrē kā hī dōṣh sōchtē rahtē haĩ .
50Then, when that time has passed by, they understand and think that what they did was not right, but because of being influenced by arrogance, in order to save themselves, they blame others.
59Sabsē baṛā bandhan yah mansā kā bandhan hai . 60Jō buddhi kō tālā lag jātā hai .
51The biggest bondage is this bondage of the mind which locks the intellect.
61Isliē kitnī bhī samjhānē key|kī kōśhiśh karō lēkin unkō samajh mē̃ nahī̃ āyēgā .
52Therefore, no matter how much you try to explain to them, they are just not able to understand.
62Mansā bandhan key|kī viśhēṣh niśhānī hai - mahsūstā śhakti samāpt hō jātī hai .
53The special sign of being in bondage is that the power of realisation finishes.
63Isliē is sūkṣhma bandhan kō samāpt karnē K|kē binā kabhī bhī āntarik khuśhī , sadā kē liē atīndriya sukh anubhav nahī̃ kar sakē̃gē .
54This is why, without finishing this subtle bondage, you are unable to experience internal happiness or supersensuous joy for all time.
64Saṅgamyug key|kī viśhēṣhtā hī hai atīndriya sukh mē̃ jhūlnā . 65Sadā khuśhī mē̃ nāchnā .
55The speciality of the confluence age is to swing in the swing of supersensuous joy and to dance constantly in happiness.
66Tō saṅgamyugī bankar aur is viśhēṣhtā kā anubhav nahī̃ kiyā tō kyā kahē̃gē ?
56So, what can be said if after becoming confluenceaged you do not experience this speciality?
67Isliē svayã kō check karō ki kisī bhī prakār K|kē saṅkalpō̃ K|kē bandhan mē̃ tō nahī̃ haĩ . 68Chāhē vyarth saṅkalpō̃ K|kē bandhan , chāhē īrṣhyā dvēṣh K|kē saṅkalp , chāhē albēlēpan K|kē saṅkalp , chāhē ālasya K|kē saṅkalp , kisī bhī prakār K|kē saṅkalp mansā bandhan key|kī niśhānī haĩ .
57Therefore, check yourself that you are not in any type of bondage of thoughts, whether it is a bondage of waste thoughts, a bondage of thoughts of jealousy or conflict, thoughts of carelessness or laziness – any of these types of thought is a sign of bondage in the mind. 58So, today, BapDada was seeing the bondages: How many are liberated souls?
69Tō āj bāpdādā bandhanō̃ kō dēkh rahē thē .
59The big ropes have now ended.
70Mukt ātmāyē̃ kitnī haĩ ?
60Now there are these subtle threads.
71Mōṭī-mōṭī rassiyā̃ tō khatm hō gaī haĩ .
61They are thin, but they are clever in tying you in bondage.
72Abhī yah mahīn dhāgē haĩ . 73Haĩ patlī lēkin bandhan mē̃ bāndhnē mē̃ hōśhiyār haĩ .
62You are not even aware that you are being tied in bondage because these bondages also make you intoxicated for a temporary period.
74Patā hī nahī̃ paṛtā ki ham bandhan mē̃ bandh rahē haĩ .
63Those who have perishable intoxication never think of themselves as low.
75Kyōṅki yah bandhan alpkāl kā naśhā bhī chaṛhātā hai .
64They would be in a gutter and think that they are in a palace.
76Jaisē vināśhī naśhē vālē kabhī apnē kō nīchā nahī̃ samajhtē .
65They would be emptyhanded and think of themselves as kings.
77Hōgā nālī mē̃ samajhēgā mahal mē̃ . 78Hōtā khālī hāth apnē kō samajhēgā rājā hai .
66In the same way, those who have this intoxication also never consider themselves to be wrong.
79Aisē is naśhē vālā bhī kabhī apnē kō wrong nahī̃ samajhēgā . 80Sadā apnē kō yā tō right siddh karēgā vā albēlāpan dikhāyēgā . 81Yah tō hōtā hī hai .
67They would always either prove themselves to be right or would show carelessness, “This happens all the time; it is always like this.”
82Aisē tō chalnā hī hai . 83Isliē āj sirph mansā bandhan batāyā .
68This is why you have been told today just about the bondage of the mind.
84Phir vāchā aur karma kā bhī sunāyēṅgē . 85Samjhā -
69Baba will tell you about words and deeds at some other time.
86Rūhānī śhakti dvārā mukti prāpt kartē chalō .
70Do you understand? 71Continue to attain liberation through spiritual power.
87Saṅgamyug par jīvanmukti kā anubhav karnā hī bhaviṣhya jīvanmukt prālabdh pānā hai .
72To experience liberationinlife at the confluence age is to attain the future reward of liberationinlife.
88Golden jubilee mē̃ tō jīvanmukt bannā hai nā ki sirph golden jubilee manānī hai .
73You have to become liberatedinlife in the Golden Jubilee, do you not? 74Or, do you just want to celebrate the Golden Jubilee?
89Bannā hī manānā hai .
75To become is to celebrate.
90Duniyā vālē sirph manātē haĩ , yahā̃ banātē haĩ .
76People of the world simply celebrate, whereas here, you become.
91Abhī jaldī-jaldī taiyār hō tab sabhī āpkī mukti sē mukt ban jāyēṅgē .
77Now, become ready quickly, for only then will everyone else be liberated through your liberation.
92Science vālē bhī apnē banāyē huē sādhanō̃ K|kē bandhan mē̃ bandh gayē haĩ .
78Even scientists are in bondage to the facilities that they themselves have created.
93Nētāyē̃ bhī dēkhō bachnē chāhtē haĩ lēkin kitnē bandhē huē haĩ .
79Even political leaders want to save themselves, but they are tied so much.
94Sōchtē huē bhī kar nahī̃ pātē tō bandhan huā nā .
80They are unable to do something that they think of and so that is a bondage, is it not?
95Sabhī ātmāō̃ kō bhinn-bhinn bandhanō̃ sē mukt karānē vālē svayã mukt ban sabhī kō mukt banāō .
81You, the ones who liberate everyone from the different bondages, are becoming liberated yourselves and are liberating everyone.
96Sabhī mukti , mukti kah chillā rahē haĩ .
82Everyone is crying out and calling out for liberation.
97Kōī garībī sē mukti chāhtē haĩ . 98Kōī gr̥ihasthī sē mukti chāhtē haĩ .
83Some want liberation from poverty, some want liberation from the household.
99Lēkin sabhī kā āvāz ēk hī mukti kā hai .
84However, the sound of everyone is the same of liberation.
100Tō abhī mukti dātā ban mukti kā rāstā batāō vā mukti kā varsā dō .
85So now become the bestowers of liberation and show them the path to liberation and give them the inheritance of liberation.
101Āvāz tō pahuñchtā hai nā ki samajhtē hō yah tō bāp kā kām hai .
86Their sound is reaching you, is it not? 87Or, do you think: "This is the Father’s work?
102Hamārā kyā hai ?
88What is it to me?"
103Prālabdh āpkō pānī hai , bāp kō nahī̃ pānī hai .
89Baba says: You have to attain the reward; the Father does not want to attain it.
104Prajā vā bhakta bhī āpkō chāhiē .
90You are the ones who want subjects and devotees.
105Bāp kō nahī̃ chāhiē .
91The Father does not want them.
106Jō āpkē bhakta hōṅgē vah bāp K|kē svataḥ hī ban jāyēṅgē . 107Kyōṅki dvāpar mē̃ āp lōg hī pahlē bhakta banē̃gē .
92Those who are your devotees will automatically become the Father’s because from the copper age, you are the ones who will become the first devotees.
108Pahlē bāp key|kī pūjā śhurū karē̃gē .
93You will begin worship of the Father first.
109Tō āp lōgō̃ kō sabhī follow abhī karē̃gē .
94So, everyone will follow all of you now.
110Isliē abhī kyā karnā hai ?
95So what do you have to do now?
111Pukār sunō .
96Listen to their call.
112Mukti dātā banō .
97Become bestowers of liberation.
113Achchhā -
98Achcha.
114Sadā rūhānī śhakti key|kī yukti sē mukti prāpt karnē vālē , sadā svayã kō sūkṣhma bandhanō̃ sē mukt kar mukti dātā bannē vālē , sadā svayã kō āntarik khuśhī , atīndriya sukh key|kī anubhūti mē̃ āgē sē āgē baṛhānē vālē , sadā sarv prati mukt ātmā banānē key|kī śhubh bhāvnā vālē , aisē rūhānī śaktivālē bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē . 115
99To those who always attain liberation with the method of spiritual power, to those who become the bestowers of liberation and always free themselves from the subtle bondages, to those who always make themselves move forward the furthest with their internal happiness and supersensuous joy, to those who always have the good wishes of making everyone liberated, to such spiritually powerful children, BapDada’s love, remembrance and namaste.
116Party sē - sunnē K|kē sāth-sāth svarūp bannē mē̃ bhī śhaktiśhālī ātmāyē̃ hō nā .
100BapDada meeting groups: 101Together with listening, you are also powerful souls who become embodiments, are you not?
117Sadaiv apnē saṅkalpō̃ mē̃ her|har rōj kōī na kōī sva kē prati aur , aurō̃ kē prati umaṅg - utsāh kā saṅkalp rakhō .
102Every day in your thoughts, let there be a thought filled with zeal and enthusiasm for yourself and for others. 103Nowadays, they print in the newspapers or put up in different places, “Thought for Today”.
118Jaisē ājkal K|kē samay mē̃ akhbār mē̃ yā kaī sthānō̃ par āj kā vichār viśhēṣh likhtē haĩ nā .
104In the same way, let there be one thought or another in your mind filled with zeal and enthusiasm in an emerged form.
119Aisē rōj man kā saṅkalp kōī na kōī umaṅg-utsāh kā emerge rūp mē̃ lāō .
105And with that thought, put that into your form and also use it to serve others. 106What will happen then?
120Aur usī saṅkalp sē svayã mē̃ bhī svarūp banāō aur dūsrō̃ key|kī sēvā mē̃ bhī lagāō tō kyā hōgā ?
107There will always be new zeal and enthusiasm. 108Today, I will do that. 109Today, I will do this. 110Why is there zeal and enthusiasm when there is a special programme?
121Sadā hī nayā umaṅg-utsāh rahēgā .
111You make plans, do you not? 112I will do this and then that.
122Āj yah karē̃gē āj yah karē̃gē .
113There is special zeal and enthusiasm by doing this.
123Jaisē kōī viśhēṣh programme hōtā hai tō umaṅg-utsāh kyō̃ ātā hai ? 124Plan banātē haĩ nā - yah karē̃gē phir yah karē̃gē . 125Issē viśhēṣh umaṅg-utsāh ātā hai .
114In this way, every day at amrit vela, have a special thought of zeal and enthusiasm and then check according to that, and then your life will always be filled with zeal and enthusiasm and you will also become those who give enthusiasm to others.
126Aisē rōj amr̥itvēlē viśhēṣh umaṅg - utsāh kā saṅkalp karō aur phir check bhī karō tō apnī bhī sadā kē liē utsāh vālī jīvan hōgī aur utsāh dilānē vālē bhī ban jāyēṅgē .
115Do you understand? 116Just as you have entertainment programmes, in the same way, have this programme for the entertainment of your mind. 117Achcha. 118You are souls who always move forward with powerful remembrance, are you not?
127Samjhā - jaisē manōrañjan programme hōtē haĩ aisē yah rōj kā man kā manōrañjan programme hō .
119There cannot be any experience without powerful remembrance. 120So, always be powerful and continue to move forward.
128Achchhā - 1292 . sadā śhaktiśhālī yād mē̃ āgē baṛhnē vālī ātmāyē̃ hō nā ?
121Always remain engaged in Godly service according to your power and receive the fruit of service.
130Śhakti - śālī yād K|kē binā kōī bhī anubhav hō nahī̃ saktā .
122Continue to use as much power as you have in service, whether it is through the body, through the mind or through wealth.
131Tō sadā śhaktiśhālī ban āgē baṛhtē chalō .
123You are definitely going to receive multimillionfold of one.
132Kisī bhī dēhdhārī kē pīchhē jānā , sēvā dēnā yah sab wrong hai .
124You are accumulating for your own self and you have to accumulate for many births.
133Sadā apnī śhakti anusār īśhvarīy sēvā mē̃ lag jāō aur sēvā kā phal pāō .
125By accumulating in one birth you will be liberated from effort for 21 births. 126You know this secret, do you not?
134Jitnī śhakti hai utnā sēvā mē̃ lagātē chalō .
127So always continue to make your future elevated.
135Chāhē tan sē , chāhē man sē , chāhē dhan sē .
128Continue to move yourself forward in service in happiness.
136Ēk kā padamguṇā milnā hī hai .
129Always move forward with a constant and stable stage through remembrance.
137Apnē liē jamā kartē hō . 138Anēk janmō̃ kē liē jamā karnā hai .
130You are the servers who give many souls happiness through your happiness of remembrance, are you not?
139Ēk janm mē̃ jamā karnē sē 21 janm kē liē mēhnat sē chhūṭ jātē hō .
131True servers means those who remain lost in love and also enable others to become lost in love.
140Is rāz kō jāntē hō nā ?
132The service of each place is its own.
141Tō sadā apnē bhaviṣhya kō śhrēṣhṭh banātē chalō . 142Khuśhī-khuśhī sē apnē kō sēvā mē̃ āgē baṛhātē chalō .
133Even then, if you continue to move forward with the aim, then this moving forward is a matter of great happiness.
143Sadā yād dvārā ēkras sthiti sē āgē baṛhō .
134In fact, those worldly studies etc. are all perishable.
1443 . yād kī khuśhī sē anēk ātmāō̃ kō khuśhī dēnē vālē sēvādhārī hō nā .
135The means of imperishable attainment is just this knowledge. 136You do experience this, do you not?
145Sachchē sēvādhārī arthāt sadā svayã bhī lagan mē̃ magan rahē̃ aur dūsrō̃ kō bhī lagan mē̃ magan karnē vālē .
137Look, you servers have received such a golden chance in the drama. 138It is in your own hands to move forward with this golden chance as much as you want.
146Her|har sthān key|kī sēvā apnī-apnī hai .
139Not everyone receives such a golden chance.
147Phir bhī agar svayã lakṣhya rakh āgē baṛhtē haĩ tō yah āgē baṛhnā sabsē khuśhī key|kī bāt hai .
140Only a handful out of multimillions receive it, and you have received it. 141So, do you have this much happiness?
148Vāstav mē̃ yah laukik study ādi sab vināśhī haĩ lēkin avināśhī prāpti kā sādhan sirph yah knowledge hai . 149Aisē anubhav kartē hō nā .
142You have what no one in the world has. 143Constantly stay in such happiness yourself and also give this happiness to others. 144You will make others move forward to the extent that you yourself move forward.
150Dēkhō āp sēvādhāriyō̃ kō drama mē̃ kitnā golden chance milā huā hai .
145You are those who constantly move forward, not those who look around and come to a standstill.
151Isī golden chance kō jitnā āgē baṛhāō utnā āpkē hāth mē̃ hai .
146Let there always be just the Father and service in front of you. 147Then, you will constantly continue to progress.
152Aisā golden chance sabhī kō nahī̃ miltā hai . 153Kōṭō̃ mē̃ kōī kō hī miltā hai .
148Always continue to move forward considering yourselves to be the beloved, longlost and nowfound children of the Father.
154Āpkō tō mil gayā .
149Baba meeting kumaris who have a job:
155Itnī khuśhī rahtī hai ?
150The aim of all of you is elevated, is it not?
156Duniyā mē̃ jō kisī kē pās nahī̃ vah hamārē pās|pass hai .
151You don’t think that you will continue to move on both sides, do you?
157Aisē khuśhī mē̃ sadā svayã bhī rahō aur dūsrō̃ kō bhī lāō .
152Because when there is bondage, then to move along on both sides is a different matter.
158Jitnā svayã āgē baṛhē̃gē utnā aurō̃ kō baṛhāyēṅgē .
153However, for souls free from bondage to be on both sides means to dangle.
159Sadā āgē baṛhnē vālī , yahā̃ vahā̃ dēkhkar rūkanē vālī nahī̃ .
154The circumstances of some are such and so BapDada also gives them permission.
160Sadā bāp aur sēvā sāmnē hō , bas . 161Phir sadā unnati kō pātī rahē̃gī .
155However, if it is a bondage of the mind, then this is dangling.
162Sadā apnē kō bāp K|kē sikīladhē haĩ aisā samajhkar chalō .
156What would happen if one foot is here and the other foot is there?
163Naukrī karnē vālī kumāriyō̃ sē - 1 . sabhī kā lakṣhya tō śhrēṣhṭh hai nā .
157If you have one foot in one boat and another foot in another boat, what would be your condition?
164Aisē tō nahī̃ samajhtī hō ki dōnō̃ taraph chaltī rahē̃gī .
158You would be distressed, would you not? 159Therefore, both feet should be in the one boat.
165Kyōṅki jab kōī bandhan hōtā tō dōnō̃ taraph chalnā dūsrī bāt hai .
160Always have courage. 161By having courage you will easily be able to go across.
166Lēkin nirbandhan ātmāō̃ kā dōnō̃ taraph rahnā arthāt laṭaknā hai .
162Always remember that Baba is with you. 163You are not alone. 164Then you can do whatever task you want to.
167Kōī-kōī K|kē circumstance hōtē haĩ tō bāpdādā bhī chhuṭṭī dētē haĩ lēkin man kā bandhan hai tō phir yah laṭaknā huā .
165Kumaris have a special part at the confluence age. 166Have you made yourselves those who have such a special part? 167Or, are you ordinary even now? 168What is your speciality?
168Ēk pāṅw yahā̃ huā , ēk pāṅw vahā̃ huā tō kyā hōgā ?
169Your speciality is to be a server. 170Those who are servers are special.
169Agar ēk pāṅw ēk nā̃v mē̃ rakhō , dūsrā pāṅw dūsrī nā̃v mē̃ rakhō tō kyā hālat hōgī .
171If you are not a server, then you are ordinary. 172What aim have you kept? 173Only at the confluence age do you receive this chance.
170Parēśhān hōṅgē nā . 171Isliē dōnō̃ pāṅw ēk nā̃v mē̃ .
174If you do not take this chance now, you will not receive it throughout the whole cycle.
172Sadā apnī himmat rakhō .
175Only the confluence age has the special blessing.
173Himmat rakhnē sē sahaj hī pār hō jāyēṅgī .
176Whilst studying a worldly study, your love should be for this study.
174Sadā yah yād rakhō ki mērē sāth bābā hai .
177Then that study will not become an obstacle.
175Akēlē nahī̃ haĩ tō jō bhī kārya karnē chāhō kar saktī hō .
178So, all of you continue to move forward whilst creating your fortune.
1762 . kumāriyō̃ kā saṅgamyug par viśhēṣh part hai , aisī viśhēṣh pārṭdhārī apnē kō banāyā hai ?
179The more intoxication you have of your fortune, the more you will easily become a conqueror of Maya.
177Yā abhī tak sādhāraṇ hō ?
180This is spiritual intoxication.
178Āpkī viśhēṣhtā kyā hai ? 179Viśhēṣhtā hai sēvādhārī bannā .
181Always continue to sing songs of your fortune and you will reach your kingdom whilst singing songs.
180Jō sēvādhārī hai vah viśhēṣh hai . 181Sēvādhārī nahī̃ hō tō sādhāraṇ hō gaī . 182Kyā lakṣhya rakhā hai ?
182Blessing: May you be one who passes with honours by letting the past be the past with the elevated method of making it into a memorial.
183Saṅgamyug par hī yah chance miltā hai .
183“Past is past” – the past has to become the past.
184Agar abhī yah chance nahī̃ liyā tō sārē kalp mē̃ nahī̃ milēgā . 185Saṅgamyug kō hī viśhēṣh vardān hai . 186Laukik paṛhāī paṛhtē bhī lagan is paṛhāī mē̃ hō . 187Tō vah paṛhāī vighna rūp nahī̃ banēgī .
184Time and the scenes will all pass by, but pass by every moment and every thought by passing with honours, that is, let the past become the past with such an elevated method, so that as soon as you remember the past, words of “Wah, wah” emerge from your heart.
188Tō sabhī apnā bhāgya banātē āgē baṛhō .
185Let many souls learn a lesson from your past stories.
189Jitnā apnē bhāgya kā naśhā hōgā utnā sahaj māyājīt ban jāyēṅgī . 190Yah rūhānī naśhā hai .
186When your past becomes a memorial, people will continue to sing praise, that is devotional songs, of you.
191Sadā apnē bhāgya K|kē gīt gātī rahō tō gīt gātē-gātē apnē rājya mē̃ pahũch jāyēṅgī .
187Slogan: Make an elevated plan for selfbenefit and world service will receive sakaash. 188* * * O M S H A N T I* * *