सोमवार 23 दिसंबर 1985 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 123-12-85 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 23-12-85 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2Kāmjīt - sarv had key|kī kāmnāō̃ sē parē

1A conqueror of lust – one who is beyond all limited desires.

3Duḥkhaharttā , sukhakarttā śhivbābā bōlē

2BapDada is looking at His small, elevated and happy world.

4Bāpdādā apnē chhōṭē sē śhrēṣhṭh sukhī saṅsār kō dēkh rahē haĩ .

3On the one side, there is the very big tasteless world.

5Ēk taraph hai bahut baṛā asār saṅsār .

4On the other side is a small happy world.

6Dūsrē taraph hai chhōṭā-sā sukhī saṅsār . 7Is sukhī saṅsār mē̃ sadā sukh-śhānti sampann brāhmaṇ ātmāyē̃ haĩ .

5In this happy world are the Brahmin souls who are full of happiness and peace because this life is a happy and peaceful life on the basis of purity and cleanliness.

8Kyōṅki pavitratā , svachchhatā K|kē ādhār par yah sukh-śhāntimay jīvan hai .

6Where there is purity and cleanliness, there cannot be any name or trace of sorrow or peacelessness.

9Jahā̃ pavitratā vā svachchhatā hai vahā̃ kōī bhī duḥkh aśhānti kā nām niśhān nahī̃ . 10Pavitratā K|kē kilē K|kē andar yah chōṭāsā sukhī saṅsār hai .

7This small happy world is in the fortress of purity. 8If you step outside the fortress of purity even in your thoughts, you experience the influence of sorrow and peacelessness.

11Agar pavitratā K|kē kilē K|kē , saṅkalp dvārā bhī bāhar jātē hō tab duḥkh aur aśhānti kā prabhāv anubhav kartē hō .

9If the foot of your intellect remains in this fortress, then, there cannot be any wave of sorrow or peacelessness even in your dreams let alone your thoughts.

12Yah buddhi rūpī pāṅw kilē K|kē andar rahē̃ tō saṅkalp tō kyā svapn mē̃ bhī duḥkh aśhānti key|kī lahar nahī̃ ā saktī hai .

10If there is the slightest experience of sorrow or peacelessness, there is definitely the influence of one type of impurity or another.

13Duḥkh aur aśhānti kā jarā bhī anubhav hōtā hai tō avaśhya kōī na kōī apavitratā kā prabhāv hai .

11Purity does not just mean becoming a conqueror of lust and thereby a conqueror of the world, but all limited desires are the creation of the vice of lust.

14Pavitratā , sirph kāmjīt jagatjīt bannā yah nahī̃ hai . 15Lēkin kām vikār kā vanśh , sarv had key|kī kāmanāyē̃ haĩ .

12To be a conqueror of lust means to be victorious over all desires because each desire has a great deal of expansion.

16Kāmjīt arthāt sarv kāmanāyē̃ jīt .

13One is the desire for physical possessions.

17Kyōṅki kāmanāyē̃ anēk vistār pūrvak haĩ .

14The second desire is to attain something limited from people.

18Kāmnā ēk hai - vastuō̃ key|kī , dūsrī - vyakti dvārā had K|kē prāpti key|kī kāmnā hai , tīsrī - sambandh nibhānē mē̃ bhī had key|kī kāmanāyē̃ anēk prakār key|kī utpanna hōtī haĩ , chauthī - sēvā bhāvnā mē̃ bhī had key|kī kāmnā kā bhāv utpanna hō jātā hai .

15Thirdly, many types of limited desires arise in fulfilling relationships. 16Fourthly, within the intention to do service, limited desires also arise. 17To finish all these four types of desire means to be victorious over sorrow and peacelessness for all time. 18Now ask yourself: Have I finished all these four types of desires?

19In chār hī prakār key|kī kāmnāō̃ kō samāpt karnā arthāt sadā kē liē duḥkh aśhānti kō jītnā .

19If any perishable thing attracts you towards itself, then that is definitely attachment in the form of desires.

20Ab apnē āp sē pūchhō in chār hī prakār key|kī kāmnāō̃ kō samāpt kiyā hai  ?

20You change the words and say in a royal way: "I don't want it, but I like it."

21Kōī bhī vināśhī vastu agar buddhi kō apnī taraph ākarṣhit kartī hai tō jarūr kāmnā kā rūp ‘ lagāv ’ huā .

21Whether it is an object or a person, to have a special attraction towards it – when you like just that particular object or person – means there are desires. 22That is a desire.

22Royal rūp mē̃ śhabda kō parivartan karkē kahtē hō - ichchhā nahī̃ hai lēkin achchhā lagtā hai .

23It is right when you say that you like everything and everyone, but it is wrong to say that you like just a particular thing or person.

23Chāhē vastu hō vā vyakti hō lēkin kisī kē prati bhī viśhēṣh ākarṣhaṇ hai , vō hī vastu vā vyakti hī achchhā lagtā hai arthāt kāmnā hai . 24Ichchhā hai . 25Sab achchhā lagtā hai - yah hai ‘ yathārth ’ .

24That is a royal form of desire. 25Whether you like someone's service, someone's sustenance, virtues, effort, renunciation or nature, it is a different matter to take the fragrance of that goodness or to imbibe that goodness into yourself, instead of thinking that you like that one in particular because of that one’s goodness.

26Lēkin yahī achchhā lagtā hai - yah hai ‘ ayathārtha ’ .

26This is because that goodness then changes into desires. 27It is a desire.

27Yah ichchhā kā royal rūp hai .

28You are then unable to face sorrow or peacelessness.

28Chāhē kiskī sēvā achchhī lagtī , kiskī pālnā achchhī lagtī , kiskē guṇ achchhē lagtē , kiskī mēhnat achchhī lagtī , kiskā tyāg achchhā lagtā , kiskā svabhāv achchhā lagtā lēkin achchhāī key|kī khuśhbū lēnā vā achchhāī kō svayã bhī dhāraṇ karnā alag bāt hai .

29One is to deprive yourself of becoming good because of that one’s goodness. 30The other is the feeling of enmity that also brings you down. 31One is the desire to be impressed. 32The other is the desire from having jealousy or holding a grudge against someone.

29Lēkin is achchhāī K|kē kāraṇ yahī achchhī hai - yah achchhā kahnā ichchhā mē̃ badal jātā hai . 30Yah kāmnā hai .

33These too finish your happiness and peace. 34Then your mind is constantly in upheaval. 35The signs of being impressed are attachment and subservience.

31Jō duḥkh aur aśhānti kā sāmānā nahī̃ kar saktē . 32Ēk hai - achchhāī kē pīchhē apnē kō achchhā bannē sē vañchit karnā .

36Similarly, the sign of having feelings of jealousy or enmity are to try and prove yourself right and being stubborn.

33Dūsrī - duśhmanī key|kī kāmnā bhī nīchē lē ātī hai . 34Ēk hai prabhāvit key|kī kāmnā .

37You are then unaware of how much time and energy are wasted in having both these types of feeling.

35Dūsrī hai kisī sē vair va īrṣhyā key|kī bhāvnā key|kī kāmnā .

38Both cause a lot of loss. 39They distress you and also cause distress to others.

36Vah bhī sukh aur śhānti kō samāpt kar dētī hai .

40At such a time, the chant from such souls is: I have to take and give sorrow.

37Sadā hī man halchal mē̃ ā jātā hai .

41No matter what happens, I have to do this.

38Prabhāvit hōnē K|kē lakṣhaṇ - lagāv aur jhukāv hai .

42It is their desires that are speaking at that time.

39Aisē īrṣhyā vā duśhmanī kā bhāv uskī niśhānī hai - jidda karnā aur siddh karnā .

43It is not the Brahmin soul speaking at that time. 44This is why their foot of the intellect steps outside the world of happiness and peace.

40Dōnō̃ hī bhāv mē̃ kitnī energy , kitnā samay khatm kar dētē haĩ . 41Yah mālūm nahī̃ paṛtā hai .

45Therefore, become victorious over these royal desires. 46Go beyond these desires and have the stage of being ignorant of even the knowledge of desires.

42Dōnō̃ hī bahut nuksān dēnē vālē haĩ . 43Svayã bhī parēśhān aur dūsrō̃ kō bhī parēśhān karnē vālē haĩ .

47When you have the thought, due to either type of feeling, that you will definitely demonstrate this by doing something, to whom will you demonstrate it?

44Aisī sthiti K|kē samay aisī ātmāō̃ kā yahī nārā hōtā hai - duḥkh lēnā aur duḥkh dēnā hī hai .

48To the Father or the Brahmin family? 49Whom will you show? 50Then, just consider that as not demonstrating, but that you will demonstrate falling.

45Kuchh bhī hō jāē - lēkin karnā hī hai .

51Is that the wonder that you will demonstrate?

46Yah kāmnā us samay bōltī hai .

52Is falling something you would be proud of showing others?

47Brāhmaṇ ātmā nahī̃ bōltī . 48Isliē kyā hōtā hai - sukh aur śhānti K|kē saṅsār sē buddhi rūpī pāṅw bāhar nikal jātā hai .

53The intoxication of limited attainment: I will demonstrate by doing this service, I will demonstrate by glorifying the name – check whether these words are royal.

49Isliē in royal kāmnāō̃ kē ūpar bhī vijayī banō .

54You speak the language of lions, but you become like sheep.

50In ichchhāō̃ sē bhī ‘ icchā-mātram-avidyā ’ key|kī sthiti mē̃ āō .

55Nowadays, people wear the face mask of a tiger, an elephant, Ravan or Rama.

51Yah jō saṅkalp kartē hō , dōnō̃ hī bhāv mē̃ ki maĩ yah bāt karkē dikhāū̃gā , kiskō dikhāyēṅgē  ?

56So, this too is Maya wearing the face of a tiger. 57"I will definitely demonstrate this. 58I will do this."

52Bāp kō vā brāhmaṇ parivār kō  ?

59However, Maya influences you and makes you into a sheep.

53Kiskō dikhāyēṅgē  ? 54Aisē samjhō yah karkē dikhāyēṅgē nahī̃ , lēkin gir K|kē dikhāyēṅgē .

60To have any consciousness of "mine" means to be influenced by one type of limited desire or another.

55Yah kamāl hai kyā , jō dikhāyēṅgē .

61Speak yuktiyukt language and also have yuktiyukt feelings.

56Girnā dēkhnē key|kī bāt hai kyā  ! 57Yah had K|kē prāpti kā naśhā - maĩ sēvā karkē dikhāū̃gā , maĩ nām bālā karkē dikhāū̃gā , yah śhabda check karō , royal hai  ?

62This is not cleverness, but it is experiencing defeat every cycle and becoming part of the moon dynasty instead of the sun dynasty. 63You will then have to become part of the moon dynasty every cycle.

58Kahtē hō śhēr key|kī bhāṣhā lēkin bantē hō bakrī .

64So, is that defeat or cleverness? 65Do not show such cleverness.

59Jaisē ājkal kōī śhēr kā , kōī hāthī kā , kōī rāvaṇ kā , kōī rām kā face ḍāl dētē haĩ nā .

66Do not become arrogant. 67Do not insult anyone. 68Both of those feelings distance you from good wishes and pure feelings.

60Tō yah māyā śhēr kā face lagā dētī hai .

69So check: There isn't the slightest feeling of arrogance or insult, is there?

61Maĩ yah karkē dikhāū̃gā , yah karū̃gā , lēkin māyā apnē vaśh kar bakrī banā dētī haĩ .

70Where there are feelings of arrogance or insult, that person can never be stable in the stage of self­respect.

62Maĩ-pan ānā arthāt kōī na kōī had key|kī kāmnā K|kē vaśhībhūt hōnā . 63Yah bhāṣhā yuktiyukt bōlō aur bhāvnā bhī yuktiyukt rakhō .

71Self­respect makes you step away from all desires and you will then constantly swing in the swings of happiness and peace in the world of happiness.

64Yah hōśhiyārī nahī̃ hai lēkin her|har kalp mē̃ - sūryavanśhī sē chandravanśhī bannē key|kī hār khānā hai .

72This is called being a conqueror of all desires and a conqueror of the world. 73So BapDada was looking at the small happy world.

65Kalp-kalp chandravanśhī bannā hī paṛēgā . 66Tō yah hār huī yā hōśhiyārī huī  ?

74Why do you go from the world of happiness in your own world into the foreign land with the foot of your intellect?

67Tō aisī hōśhiyārī nahī̃ dikhāō . 68Na abhimān mē̃ āō na apmān karnē mē̃ āō .

75A religion that is not yours, a land that is not yours would always cause you sorrow.

69Dōnō̃ hī bhāvnāyē̃ - śhubh bhāvnā - śhubh kāmnā dūr kar lētī haĩ .

76Your original religion and your original land give you happiness. 77So, you are the children of the Father who is the Ocean of Happiness.

70Tō check karō - jarā bhī saṅkalp mātra bhī abhimān vā apmān key|kī bhāvnā rah tō nahī̃ gaī hai  ?

78You are souls who have experienced the world of happiness. 79You are souls who have a right and so always remain happy and peaceful.

71Jahā̃ abhimān aur apmān key|kī bhāvnā hai , yah kabhī bhī svamān key|kī sthiti mē̃ sthit hō nahī̃ saktā .

80Do you understand? 81All the loving children from this land and abroad have arrived at their home, their Father's home, to claim their right.

72Svamān sarv kāmnāō̃ sē kinārā kar dēgā .

82Seeing the children who have a right, BapDada is also pleased.

73Aur sadā sukh K|kē saṅsār mē̃ sukh K|kē śhānti K|kē jhūlē mē̃ jhūltē rahē̃gē . 74Iskō hī kahā jātā hai - sarv kāmnā jīt jagatjīt .

83Just as you have come here with happiness, similarly, the method of remaining constantly happy is to renounce both of those things even in your thoughts, and to become fortunate for all time.

75Tō bāpdādā dēkh rahē thē chhōṭē sē sukhī saṅsār kō . 76Sukh K|kē saṅsār sē , apnē svadēśh sē parāyē dēśh mē̃ buddhi rūpī pāṅw dvārā kyō̃ chalē jātē hō  ?

84You have come to claim your fortune but, together with claiming your fortune, you also have to leave behind any weakness of the mind that obstructs your flying stage. 85To renounce this means to claim something. 86Achcha.

77Par-dharma , pardeśh duḥkh dēnē vālā hai . 78Svadharm , svadēśh sukh dēnē vālā hai . 79Tō sukh K|kē sāgar bāp K|kē bachchē hō , sukh K|kē saṅsār K|kē anubhavī ātmāyē̃ hō . 80Adhikārī ātmāyē̃ hō tō sadā sukhī rahō , śhānt rahō .

87To those who always live in the world of happiness and who are conquerors of all desires, to the elevated souls who always have good wishes and pure feelings for all souls, to the special souls who constantly remain stable on the seat of self­respect, BapDada's love, remembrance and namaste.

81Samjhā -

88BapDada meeting teachers:

82Dēśh-vidēśh K|kē dōnō̃ snēhī bachchē apnē ghar vā bāp K|kē ghar mē̃ apnā adhikār lēnē kē liē pahũch gayē hō .

89What jewels do all of you consider yourselves to be? 90(Jewels of contentment.) 91At the present time especially, it is contentment that is essential.

83Tō adhikārī bachchō̃ kō dēkh bāpdādā bhī harṣhit hōtē haĩ .

92Which goddess is worshipped the most? 93The Goddess of Contentment (Santoshi Ma).

84Jaisē khuśhī mē̃ āyē hō aisē hī sadā khuśh rahnē key|kī vidhi , in dōnō̃ bātō̃ kā saṅkalp sē bhī tyāg kar , sadā kē liē bhāgyavān ban karkē jānā .

94It is easy to please the Goddess of Contentment. 95The Goddess of Contentment becomes content very quickly. 96Why is the Goddess of Contentment worshipped? 97Because there is a lot of tension at the present time.

85Lēnē āyē hō lēkin sāth lēnē kē sāth , man sē kōī bhī kamzōrī jō uṛtī kalā mē̃ vighna rūp bantī haĩ vah chhōṛ K|kē jānā .

98There is a lot of distress and because of this, discontentment continues to increase. 99This is why everyone is looking for ways to remain content.

86Yah chhōṛnā hī lēnā hai .

100However, they are unable to do this.

87Achchhā - 88Sadā sukh K|kē saṅsār mē̃ rahnē vālē sarv kāmnā jīt , sadā sarv ātmāō̃ kē prati śhubh bhāvnā aur śhubh kāmnā karnē vālē śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , sadā svamān key|kī seat par sthit rahnē vālī viśhēṣh ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .

101So, at such a time, all of you have to become jewels of contentment and give everyone the enlightenment of contentment. 102Make others content with your enlightenment of contentment. 103First of all remain content with yourself, then remain content in service and then remain content in your relationships, for only then will you be called a jewel of contentment.

89’ ’ 90Teachers kē sāth - sabhī svayã kō kaun-sī maṇi samajhtē hō  ?

104You need to have three certificates of contentment.

91 ( santuṣhṭamaṇi ) āj K|kē samay mē̃ viśhēṣh santuṣhṭatā key|kī hī āvaśhyaktā hai .

105One from yourself, one for service and the third from your companions.

92Pūjā bhī jyādā kis dēvī key|kī hōtī hai  ? 93Santōṣhī key|kī .

106You have claimed all these three certificates, have you not?

94Aur santōṣhī kō rājī karnā hī sahaj hōtā hai . 95Santōṣī santuṣhṭ jaldī hō jātī hai .

107It is good that you have come away from the upheaval of the world and reached Achal ghar (the home of stability).

96Santōṣī key|kī pūjā kyō̃ hōtī hai  ?

108This Father's place is Achal ghar.

97Kyōṅki āj K|kē samay mē̃ tension bahut hai , parēśāniyā̃ bahut haĩ , is kāraṇ asantuṣhṭatā baṛhtī jā rahī hai .

109To arrive at Achal ghar is also a sign of great fortune. 110It was because you had renunciation that you arrived at Achal ghar.

98Isliē santuṣhṭ rahnē kā sādhan sabhī sōchtē haĩ . 99Lēkin kar nahī̃ saktē .

111You have become fortunate, but you can extend the line of your fortune as much as you want.

100Tō aisē samay par āp sabhī santuṣhṭamaṇiyā̃ ban santuṣhṭatā key|kī rōśhnī dō . 101Apnē santuṣhṭatā key|kī rōśhnī sē aurō̃ kō bhī santuṣhṭ banāō .

112You have come in the list of those who are fortunate, because you now belong to God, and this is why you have become fortunate.

102Pahlē svã sē svayã santuṣhṭ rahō phir sēvā mē̃ santuṣhṭ rahō , phir sambandh mē̃ santuṣhṭ rahō tab hī santuṣhṭamaṇi kahalāyēṅgē .

113You stepped away from everyone else and made the One belong to You, and this is why you have become fortunate. 114BapDada is pleased to see this courage of you children.

103Santuṣhṭatā K|kē bhī tīn sarṭiphakēṭ chāhiē .

115No matter what you are, you are elevated in your renunciation and courage in service.

104Apnē āp sē , sēvā sē , phir sāthiyō̃ sē . 105Yah tīnō̃ sarṭiphakēṭ liē haĩ nā  !

116No matter if you are young or new, BapDada is congratulating you for your renunciation and courage.

106Achchhā hai , phir bhī duniyā key|kī halchal sē nikal achal ghar mē̃ pahũch gaī .

117BapDada looks at you with this regard. 118There is importance even in becoming an instrument.

107Yah bāp K|kē sthān ‘ achal ghar ’ haĩ . 108Tō achal ghar mē̃ pahuñchnā yah bhī baṛē bhāgya key|kī niśhānī hai .

119Whilst constantly continuing to move forward with this importance, you will become great souls in the world and become very well­known.

109Tyāg kiyā tō achalghar pahũchī .

120So, you know your own greatness, do you not?

110Bhāgyavān ban gaī lēkin bhāgya key|kī lakīr aur bhī jitnī lambī khīñchnē chāhō utnī khīñch saktē hō .

121To the extent that you are great, so you are humble, just as the sign of a fruitful tree is that it bows down.

111List mē̃ tō ā gaī - ‘ bhāgyavān key|kī ’ .

122Similarly, those who are humble are the ones who eat the instant, practical fruit.

112Kyōṅki bhagvān key|kī ban gaī tō bhāgyavān hō gaī .

123This is the speciality of the confluence age. 124Achcha.

113Aur sabsē kinārā kar ēk kō apnā banāyā - tō bhāgyavān hō gaī . 114Bāpdādā bachchō̃ key|kī is himmat kō dēkh khuśh haĩ .

125Blessing: Instead of being too clever with the Father, the Cleverest of All, may you be liberated from all sins by having the power of realisation.

115Kuchh bhī hō phir bhī tyāg aur sēvā key|kī himmat mē̃ śhrēṣhṭh hō .

126Some children try to be clever with the Father, the Cleverest of All.

116Chhōṭē hō yā nayē hō lēkin bāpdādā tyāg aur himmat key|kī mubārak dētē haĩ . 117Usī regard sē bāpdādā dēkhtē haĩ .

127In order to accomplish their task or in order to glorify their name, they have realisation at that time, but because that realisation doesn't have power, transformation doesn't take place.

118Nimitt bannē kā bhī mahatva hai . 119Isī mahatva sē sadā āgē baṛhātē huē viśhva mē̃ mahān ātmāyē̃ ban prasiddh hō jāyēṅgī .

128There are some who do understand that something is not right, but they also think that their name should not be spoilt and they therefore kill their conscience.

120Tō apnī mahāntā kō tō jāntī hō nā  !

129This is also accumulated in the account of sin.

121Jitnē mahān utnē nirmān . 122Jaisē phaldāyak vr̥ikṣha key|kī niśhānī hai - jhuknā .

130Therefore, renounce this type of cleverness and with the realisation of an honest heart, transform yourself and become liberated from sins.

123Aisē jō nirmān haĩ vahī pratyakṣha phal khānē vālē haĩ . 124Saṅgamyug key|kī viśhēṣhtā hī yah hai . 125Achchhā -

131Slogan: To remain free from the various bondages whilst living this life is the stage of liberation­in­life. 132* * * O M S H A N T I* * *