सोमवार 20 जनवरी 1986 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 120-01-86 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 20-01-86 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2Purūṣhārth aur parivartan K|kē golden chance kā varṣh 3Ādi anādi bāp apnē ādi bachchō̃ prati bōlē 4Āj samarth bāp apnē samarth bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .

1Today the powerful father is seeing the powerful children who have the determined thoughts to create the new world and to make every soul peaceful and happy.

5Jin samarth ātmāō̃ nē sabsē baṛē tē baṛā samarth kārya , viśhva kō nayā śhrēṣhṭh viśhva banānē kā dr̥iṛh saṅkalp kiyā hai . 6Her|har ātmā kō śhānt vā sukhī banānē kā , samarth kārya karnē kā saṅkalp kiyā hai aur isī śhrēṣhṭh saṅkalp kō lēkar dr̥iṛh niśhchay buddhi ban kārya kō pratyakṣha rūp mē̃ lā rahē haĩ . 7Sabhī samarth bachchō̃ kā ēk hī yah śhrēṣhṭh saṅkalp hai ki yah śhrēṣhṭh kārya hōnā hī hai . 8Issē bhī jyādā yah niśhchit hai ki yah kārya huā hī paṛā hai .

2The task is already done - the destination is fixed - you are simply the instruments to receive the fruit.

9Sirph karma aur phal K|kē , purūṣhārth aur prālabdh kē nimitt aur nirmāṇ K|kē karm-philāsaphī K|kē anusār nimitt ban kārya kar rahē haĩ . 10Bhāvī aṭal hai . 11Lēkin sirph āp śhrēṣhṭh bhāvnā dvārā , bhāvnā kā phal avināśhī prāpt karnē kē nimitt banē huē haĩ . 12Duniyā key|kī anjān ātmāyē̃ yahī sōchtī haĩ ki - śhānti hōgī , kyā hōgā , kaisē hōgā  !

3It has happened many times before and it is happening again.

13Kōī ummīd nahī̃ dikhāī dētī .

4You see the practical proof of self transformation.

14Kyā sachmuch hōgā  !

5You have unshakeable faith.

15Aur āp kahtē hō , hōgā tō kyā lēkin huā hī paṛā hai .

6This is the task of God, and such is always successful.

16Kyōṅki naī bāt nahī̃ hai . 17Anēk bār huā hai aur ab bhī huā hī paṛā hai .

7People are afraid of destruction, but you are carefree because the new world will be established.

18Niśhchaybuddhi niśhchit bhāvī kō jāntē hō . 19Itnā aṭal niśhchay kyō̃ hai  ?

8In front of you the golden sun is rising for the golden world, and in front of them are dark clouds.

20Kyōṅki sva-parivartan K|kē pratyakṣha pramāṇ sē jāntē hō ki pratyakṣha pramāṇ kē āgē aur kōī pramāṇ key|kī āvaśhyaktā hī nahī̃ hai . 21Sāth-sāth paramātma vārya sadā saphal hai hī hai . 22Yah kārya ātmāō̃ , mahān ātmāō̃ vā dharm ātmāō̃ kā nahī̃ hai . 23Paramātma kārya saphal huā hī paṛā hai aisē niśhchay buddhi , niśhchit bhaviṣhya kō jānnē vālē niśhchinta ātmāyē̃ hō .

9The time is coming closer and so you are wearing the bells of happiness and dancing.

24Lōg kahtē haĩ vā ḍartē haĩ ki vināśh hōgā aur āp niśhchinta hō ki naī sthāpanā hōgī . 25Kitnā antar hai - asambhav aur sambhav kā .

10The complete stage and the complete Father are both calling you “come powerful children - become equal - and rest in your home”.

26Āpkē sāmnē sadā svārṇim duniyā kā svārṇim sūrya uday huā hī paṛā hai .

11Become angels - angels bestow - bestow blessings.

27Aur unhō̃ K|kē sāmnē hai - vināśh key|kī kālī ghaṭāyē̃ . 28Abhī āp sabhī tō samay samīp hōnē K|kē kāraṇ sadā khuśhī K|kē ghũgharū ḍāl nāchtē rahtē hō ki āj purānī duniyā hai , kal svārṇim duniyā hōgī . 29Āj aur kal , itnā samīp pahũch gayē hō . 30Abhī is varṣh ‘ ‘ sampūrṇtā aur samāntā ’ ’ kā samīp anubhav karnā hai .

12A deity always gives.

31Sampūrṇtā āp sabhī phariśhtō̃ kā vijay mālā lē āhvāhan kar rahī hai . 32Vijay mālā K|kē adhikārī tō bannā hai nā . 33Sampūrṇ bāp aur sampūrṇ stage , dōnō̃ hī āp bachchō̃ kō bulā rahē haĩ ki - āō śhrēṣhṭh ātmāyē̃ āō , samān bachchē āō , samarth bachchē āō , samān ban apnē sweet home mē̃ viśhrāmī banō . 34Jaisē bāpdādā vidhātā hai , vardātā hai aisē āp bhī is varṣh viśhēṣh brāhmaṇ ātmāō̃ prati vā sarv ātmāō̃ prati ‘ vidhātā banō , vardātā banō ’ .

13Become the embodiment of the great mantra - hum so, so hum.

35Phariśhtā kyā kartā  ? 36Vardātā ban vardān dētā hai . 37Dēvtā sadā dētā hai , lētā nahī̃ hai . 38Lēvtā nahī̃ kahtē .

14From now on, over a long period of time, emerge the sanskars of being an angel, and so a deity.

39Tō vardātā aur vidhātā , phariśhtā sō dēvtā … abhī yah mahāmantra ham ‘ phariśhtā sō dēvtā ’ , is mantra kō viśhēṣh smr̥iti svarūp banāō . 40Manmanābhav tō hō hī gayē , yah ādi kā mantra rahā . 41Abhī is samarth mantra kō anubhav mē̃ lāō . 42‘ ‘ yah hōnā chāhiē , yah milnā chāhiē ’ ’ yah dōnō̃ hī bātē̃ lēvtā banātī haĩ , lēvatā-pan K|kē saṅskār dēvtā bannē mē̃ samay ḍāl dēgē .

15When will destruction will take place?

43Isliē in saṅskārō̃ kō samāpt karō .

16Don’t calculate a date for that.

44Pahlē janm mē̃ brahmā K|kē ghar sē dēvtā ban nayē jīvan , nayē yug K|kē one number mē̃ āō .

17Don’t calculate towards 2000. Destruction is the very end period.

45Saṃvat bhī van-van-van hō . 46Prakr̥iti bhī satōpradhān number one hō . 47Rājya bhī number one hō .

18By then, the chance to practice over a long time will be finished.

48Āpkī golden stage bhī number one hō . 49Ēk din K|kē phark mē̃ bhī van-van-van sē badal jāyēgā . 50Abhī sē phariśhtā sō dēvtā bannē mē̃ bahut kāl K|kē saṅskār practical karma mē̃ emerge karō . 51Kyōṅki bahut kāl jō gayā hai , vah bahut kāl key|kī sīmā ab samāpt hō rahī hai .

19Even now the long time is changing into a short time.

52Uskī date nahī̃ gintī karō . 53Vināśh kō antkāl kahā jāyēgā .

20Effort over a short time means fruit for a short time.

54Us samay bahut kāl kā chance tō samāpt hai hī , lēkin thōṛē samay kā bhī chance samāpt hō jāyēgā . 55Isliē bāpdādā bahut kāl key|kī samāpti kā iśhārā dē rahē hai . 56Phir bahut kāl key|kī gintī kā chance samāpt hō thōṛā samay purūṣhārth , thōṛā samay prālabdh , yahī kahā jāyēgā . 57Karmō̃ K|kē khātē mē̃ ab bahut kāl khatm hō thōṛā samay vā alpkāl ārambh hō rahā hai .

21For some there is still the account for a long period of waste thoughts, inaccurate action, and a backlog of sin.

58Isliē yah varṣh ‘ parivartan kāl ’ kā varṣh hai . 59Bahut kāl sē thōṛē samay sē parivartan hōnā hai .

22BapDada knows - he just doesn’t reveal it - he draws a curtain over it.

60Isliē is varṣh K|kē purūṣhārth mē̃ bahut kāl kā hisāb jitnā jamā karnē chāhō vah kar lō . 61Phir ulhanā nahī̃ dēnā ki ham tō albēlē hōkar chal rahē thē .

23Baba, the ocean of love, has love in all relationships, and though seeing carelessness and ordinary effort, it is as if he has not heard or seen them.

62Āj nahī̃ tō kal badal hī jāyēṅgē . 63Isliē ‘ karmō̃ kī gati ’ kō jānnē vālē banō .

24With the extra help of love, he gives extra marks, and enables you to move forward.

64Knowledgeful ban tīvragati sē āgē baṛhō .

25It has been said that the 18th chapter has begun.

65Aisā na hō dō hajār kā hisāb hī lagātē rahō . 66Purūṣhārth kā hisāb alag hai aur sr̥iṣhṭi parivartan kā hisāb alag hai .

26The speciality of the 18th chapter is to become the embodiment of remembrance.

67Aisā nahī̃ sōchō - ki abhī 15 varṣh paṛā hai , abhī 18 varṣh paṛā hai . 6899 mē̃ hōgā , 88 mē̃ hōgā … yah nahī̃ sōchtē rahnā . 69Hisāb kō samjhō .

27Not remembrance one minute and forgetting the next, but remembrance over a long period of time, in an automatic easy way.

70Apnē purūṣhārth aur prālabdh K|kē hisāb kō jān us gati sē āgē baṛhō . 71Nahī̃ tō bahut kāl K|kē purānē saṅskār agar rah gayē tō is bahut kāl key|kī gintī dharmarājpurī K|kē khātē mē̃ jamā hō jāyēgī . 72Kōī-kōī kā bahut kāl K|kē vyarth , ayathārtha karm-vikarm kā khātā abhī bhī hai , bāpdādā jāntē haĩ sirph out nahī̃ kartē haĩ . 73Thōṛā-sā pardā ḍālē haĩ .

28Finish battling.

74Lēkin vyarth aur ayathārtha yah khātā abhī bhī bahut hai . 75Isliē yah varṣh extra golden chance kā varṣh hai - jaisē purūṣhōttam yug hai vaisē yah ‘ purūṣhārth aur parivartan ’ K|kē golden chance kā varṣh hai . 76Isliē viśhēṣh himmat aur madad K|kē is viśhēṣh vardān K|kē varṣh kō sādhāraṇ 50 varṣh K|kē samān nahī̃ ganvānā . 77Abhī tak bāp snēh K|kē sāgar ban sarv sambandh K|kē snēh mē̃ , albēlāpan , sādhāraṇ purūṣhārth iskō dēkhatē-sunatē bhī na sun na dēkh bachchō̃ kō snēh key|kī extra madad sē , extra marks dēkar baṛhā rahē haĩ .

29Finish labour.

78Lift dē rahē haĩ . 79Lēkin abhī samay parivartan hō rahā hai . 80Isliē abhī karmō̃ kī gati kō achchhī tarah sē samajh samay kā lābh lō|low . 81Sunāyā thā nā - ki 18 vā̃ adhyāy ārambh hō gayā hai .

30Finish confusion.

8218 vē̃ adhyāy key|kī viśhēṣhtā - ab ‘ smr̥iti svarūp banō ’ . 83Abhī smr̥iti , abhī vismr̥iti nahī̃ .

31In the 18th chapter you become free from all attachments, by becoming the embodiment of remembrance.

84Smr̥iti svarūp arthāt bahut kāl smr̥iti svataḥ aur sahaj rahē . 85Abhī yuddha K|kē saṅskār , mēhnat K|kē saṅskār , man kō mũjhānē K|kē saṅskār iskī samāpti karō . 86Nahī̃ tō yahī bahut kāl K|kē saṅskār ban , ‘ ant mati sō bhaviṣhya gati ’ prāpt karānē kē nimitt ban jāyēṅgē . 87Sunāyā nā - abhī bahut kāl K|kē purūṣhārth kā samay samāpt hō rahā hai aur bahut kāl key|kī kamzōrī kā hisāb śhurū hō rahā hai .

32As yet the list of attachments is still very long.

88Samajh mē̃ āyā  ! 89Isliē yah viśhēṣh parivartan kā samay hai . 90Abhī vardātā hai phir hisāb-kitāb karnē vālē ban jāyēṅgē . 91Abhī sirph snēh kā hisāb hai .

33First is the household of the self, then the household of the divine family, then the household of service, then the household of limited attainments.

92Tō kyā karnā hai  ! 93Smr̥iti svarūp banō . 94Smr̥iti svarūp svataḥ hī naṣhṭōmōhā banā hī dēgā . 95Abhī tō mōh key|kī list baṛī lambī hō gaī hai .

34You now very well the secret of how to isolate yourself from each one of these households.

96Ēk sva key|kī pravr̥itti , ēk daivī parivār key|kī pravr̥itti , sēvā key|kī pravr̥itti , had K|kē prāptiyō̃ key|kī pravr̥itti - in sabhī sē naṣhṭōmōhā arthāt nyārā ban pyārā banō . 97Maĩ-pan arthāt mōh . 98Issē naṣhṭōmōhā banō . 99Tab bahutkāl K|kē purūṣhārth sē bahutkāl K|kē prālabdh key|kī prāpti K|kē adhikārī banē̃gē .

35Become detached and loving.

100Bahutkāl arthāt ādi sē ant tak key|kī prālabdh kā phal . 101Vaisē tō ēk-ēk pravr̥itti hōnē kā rāz bhī achchhī tarah sē jāntē hō aur bhāṣhaṇ bhī achchhā kar saktē hō . 102Lēkin nivr̥itt hōnā arthāt naṣhṭōmōhā hōnā . 103Samjhā  !

36To those who make elevated effort over a long time; who are the original jewels of the age of God, the confluence age; who are the first deities, the original jewels of the children of God; who are equal to the original , eternal Father, love, remembrance, and namaste from Baba the server.

104Points tō āpkē pās|pass bāpdādā sē bhī jyādā haĩ .

105Isliē point kyā sunāyē̃ . 106‘ points ’ tō haĩ ab ‘ point ’ banō . 107Achchhā – 108Sadā śhrēṣhṭh karmō̃ K|kē prāpti key|kī gati kō jānnē vālē , sadā bahutkāl K|kē tīvr purūṣhārth K|kē , śhrēṣhṭh purūṣhārth K|kē śhrēṣhṭh saṅskār vālē , sadā svārṇim yug K|kē ādi ratna , saṅgamyug K|kē bhī ādi ratna , aisē ādi dēv K|kē samān bachchō̃ kō , ādi bāp , anādi bāp key|kī sadā ādi bannē key|kī śhrēṣhṭh vardānī yādpyār aur sāth-sāth sēvādhārī bāp key|kī namastē .

37* * * O M S H A N T I* * *

109’ ’