गुरुवार 27 मार्च 1986 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 127-03-86 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 27-03-86 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Sadā K|kē snēhī banō
1Be constantly loving.
3Sarv snēhī bāpdādā bōlē 4Āj snēh kā sāgar bāp apnē snēhī bachchō̃ sē milnē kē liē āyē haĩ .
2Today, the Father, the Ocean of Love, has come to meet His loving children.
5Yah rūhānī snēh her|har bachchē kō sahajyōgī banā dētā hai .
3This spiritual love makes every child an easy yogi.
6Yah snēh sārē purānē saṅsār kō sahaj bhulānē kā sādhan hai .
4This love is an easy method to forget the whole old world.
7Yah snēh her|har ātmā kō bāp kā banānē mē̃ ēkamātra śhaktiśhālī sādhan hai .
5This love is the only powerful means to make every soul belong to the Father.
8Snēh brāhmaṇ jīvan kā foundation hai .
6Love is the foundation of Brahmin life.
9Snēh - śhaktiśhālī jīvan banānē kā , pālnā kā ādhār hai .
7Love is the basis of the sustenance to create a powerful life.
10Sabhī , jō bhī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ bāp kē pās sammukh pahũchī haĩ un sabhī K|kē pahuñchnē kā ādhār bhī - snēh hai .
8All the elevated souls who have arrived personally in front of the Father have come here on the basis of their love.
11Snēh K|kē paṅkhō̃ sē uṛtē huē ākar madhuban nivāsī bantē haĩ .
9You come flying here with the wings of love and become residents of Madhuban.
12Bāpdādā sarv snēhī bachchō̃ kō dēkh rahē thē ki snēhī tō sab bachchē haĩ lēkin antar kyā hai !
10BapDada was seeing all you loving children, how all of you are loving, but what is the difference between you?
13Number-vār kyō̃ bantē haĩ , kāraṇ ?
11Why do you become numberwise? 12What is the reason for this?
14Snēhī sabhī haĩ lēkin kōī haĩ sadā snēhī aur kōī haĩ snēhī . 15Aur tīsrē haĩ samay pramāṇ snēh nibhānē vālē .
13All are loving, but some are constantly loving whereas others are just loving, and the third category are those who fulfil the responsibility of love according to the time.
16Bāpdādā nē tīn prakār K|kē snēhī dēkhē .
14BapDada saw three types of loving children.
17Jō sadā snēhī haĩ vah lavlīn hōnē K|kē kāraṇ mēhnat aur muśhkil sē sadā ū̃chē rahtē haĩ .
15Because those who are constantly loving are merged in love, they are always beyond any effort or difficulty.
18Na mēhnat karnī paṛtī , na muśhkil kā anubhav hōtā .
16They neither have to make any effort nor do they experience anything to be difficult.
19Kyōṅki sadā snēhī hōnē K|kē kāraṇ unhō̃ kē āgē prakr̥iti aur māyā dōnō̃ abhī sē dāsī ban jātī arthāt sadā snēhī ātmā mālik ban jātī tō prakr̥iti , māyā svataḥ hī dāsī rūp mē̃ hō jātī .
17Because they are constantly loving, the elements of nature and Maya become their servants from this time onwards, that is, the constantly loving souls become the masters. 18Therefore, the elements of nature and Maya automatically become the servants.
20Prakr̥iti , māyā key|kī himmat nahī̃ jō sadā snēhī kā samay vā saṅkalp apnē taraph lagāvē .
19The elements of nature and Maya do not have the courage to make the constantly loving souls use their time and thoughts for them.
21Sadā snēhī ātmāō̃ kā her|har samay her|har saṅkalp haĩ hī bāp kī yād aur sēvā kē prati .
20Every moment and every thought of the constantly loving souls are for the Father's remembrance and service.
22Isliē prakr̥iti aur māyā bhī jāntī haĩ ki yah sadā snēhī bachchē saṅkalp sē bhī kab hamārē adhīn nahī̃ hō saktē .
21This is why Maya and the elements of nature know that such constantly loving children can never be dependent on them even in their thoughts.
23Sarv śhaktiyō̃ K|kē adhikārī ātmāyē̃ haĩ .
22They are souls who have a right to all powers.
24Sadā snēhī ātmā key|kī sthiti kā hī gāyan hai - ēk bāp dūsrā na kōī .
23The stage of the constantly loving souls is praised as those who belong to the one Father and none other.
25Bāp hī saṅsār hai . 26
24The Father is their world.
27Dūsrā number - snēhī ātmāyē̃ , snēh mē̃ rahtī jarūr haĩ lēkin sadā na hōnē kāraṇ kabhī-kabhī man K|kē saṅkalp dvārā bhī kahā̃ aur taraph snēh jātā .
25The second type, the loving souls, definitely stay in love but, because they are not constant, sometimes their love goes in other directions through their thoughts.
28Bahut thōṛā bīch-bīch mē̃ svayã kō parivartan karnē K|kē kāraṇ kabhī mēhnat kā , kabhī muśhkil kā anubhav kartē . 29Lēkin bahut thōṛā .
26Because of transforming themselves, every now and again they experience having to make effort and they sometimes experience difficulty, but very little.
30Jab bhī kōī prakr̥iti vā māyā kā sūkṣhma war|vār hō jātā hai tō usī samay snēh K|kē kāraṇ yād jaldī ā jātī hai aur yād kī śhakti sē apnē kō bahut jaldī parivartan bhī kar lētē haĩ .
27Whenever there is a subtle attack from the elements of nature or Maya, then, because of love, they have remembrance very quickly, and because of the power of remembrance, they very quickly transform themselves.
31Lēkin thōṛā sā samay aur phir bhī saṅkalp muśhkil yā mēhnat mē̃ lag jātā hai .
28However, some of their time and their thoughts are used up overcoming the difficulty or in making that effort.
32Kabhī-kabhī snēh sādhāraṇ hō jātā . 33Kabhī-kabhī snēh mē̃ lavlīn rahtē .
29Sometimes their love becomes ordinary, and at other times they remain absorbed in love.
34Stage mē̃ phark paṛtā rahtā .
30There continues to be a difference in their stage.
35Lēkin phir bhī jyādā samay yā saṅkalp vyarth nahī̃ jātā .
31Nevertheless, not too much of their time or their thoughts go to waste.
36Isliē snēhī haĩ lēkin sadā snēhī na hōnē K|kē kāraṇ second number hō jātē .
32This is why, although they are loving, they are not constantly loving and they therefore become the second number.
37Tīsrē haĩ - samay pramāṇ snēh nibhānē vālē .
33The third type are those who fulfil the responsibility of love according to the time.
38Aisī ātmāyē̃ samajhtī haĩ ki sachchā snēh sivāē bāp K|kē aur kōī sē mil nahī̃ saktā . 39Aur yahī rūhānī snēh sadā kē liē śhrēṣhṭh banānē vālā hai .
34Such souls believe that true love cannot be received from anyone except the one Father, and that this spiritual love will make you elevated for all time.
40Gyān arthāt samajh pūrī hai aur yahī snēhī jīvan priya bhī lagtī hai .
35They have total knowledge, that is, understanding, and they even love just this loving life.
41Lēkin kōī apnī dēh K|kē lagāv K|kē saṅskār yā kōī bhī viśhēṣh purānā saṅskār vā kisī vyakti vā vastu K|kē saṅskār vā vyarth saṅkalpō̃ K|kē saṅskār vaśh controlling power na hōnē K|kē kāraṇ vyarth saṅkalpō̃ kā bōjh hai .
36However, because of not having controlling power due to the influence of attachment to their own body or sanskars, or attachment to a particular old sanskar, attachment to the sanskar of any person or possession, or to the sanskar of waste thoughts, they have a burden of waste thoughts.
42Vā saṅgaṭhan key|kī śhakti key|kī kamī hōnē K|kē kāraṇ saṅgaṭhan mē̃ saphal nahī̃ hō saktē .
37Or, because they lack the power of the gathering, they are unable to be successful in a gathering.
43Saṅgaṭhan key|kī paristhiti snēh kō samāpt kar apnē taraph khīñch lētī hai .
38The situation of the gathering finishes their love and pulls them towards itself.
44Aur kōī sadā hī dil-śhikast jaldī hōtē haĩ .
39Some of them always become disheartened very quickly.
45Abhī-abhī bahut achchhē uṛtē rahē̃gē aur abhī-abhī dēkhō tō apnē āp sē hī dilśhikasta !
40One minute they would be flying very high, but if you look at them the next minute, they would be disheartened even with themselves.
46Yah svayã sē dilśhikasta hōnē kā saṅskār bhī sadā snēhī bannē nahī̃ dētā .
41This sanskar of becoming disheartened with oneself also doesn't allow them to be constantly loving.
47Kisī na kisī prakār kā saṅskār paristhiti key|kī taraph , prakr̥iti key|kī taraph ākarṣhit kar dētā hai . 48Aur jab halchal mē̃ ā jātē haĩ tō snēh kā anubhav hōnē K|kē kāraṇ , snēhī jīvan priya lagnē K|kē kāraṇ phir bāp kī yād ātī hai .
42Any type of sanskar attracts them towards situations or nature. 43They come into upheaval, but then, because of experiencing love, and because of loving the life of love, they are nevertheless able to remember the Father. 44They try to become merged in the Father's love once again.
49Prayatna kartē haĩ ki abhī phir sē bāp K|kē snēh mē̃ samā jāvē̃ . 50Tō samay pramāṇ , paristhiti pramāṇ halchal mē̃ ānē K|kē kāraṇ kabhī yād kartē haĩ , kabhī yuddha kartē haĩ .
45So, because of coming into upheaval according to the time and the situation, they sometimes have remembrance and are sometimes battling. 46They spend a greater part of their life battling, and in comparison their life of being absorbed in love is then less.
51Yuddha key|kī jīvan jyādā hōtī .
47This is why they take the third number.
52Aur snēh mē̃ samānē key|kī jīvan uskē antar mē̃ kam hōtī hai . 53Isliē tīsrā number ban jātē haĩ . 54Phir bhī viśhva key|kī sarv ātmāō̃ sē tīsrā number bhī ati śhrēṣhṭh hī kahē̃gē .
48Nevertheless, to be in the third number compared to all the souls of the world would still be said to be extremely elevated because they have recognised the Father, they belong to the Father and the Brahmin family.
55Kyōṅki bāp kō pahchānā . 56Bāp K|kē banē , brāhmaṇ parivār K|kē banē .
49They are at least called the most elevated Brahmin souls, the Brahma Kumars and Kumaris.
57Ū̃chē tē ūñchī brāhmaṇ ātmāyē̃ brahmākumār , brahmākumārī kahlātē .
50This is why, in comparison to the world, even they (the third type) are loving souls.
58Isliē duniyā K|kē antar mē̃ vah bhī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ haĩ .
51However, in comparison to perfection, they are the third number. 52So, all are loving, but numberwise.
59Lēkin sampūrṇtā K|kē antar mē̃ tīsrā number haĩ . 60Tō snēhī sabhī haĩ lēkin number-vār haĩ .
53The number one constantly loving souls are always like lotus flowers, detached and extremely loving to the Father.
61Number one sadā snēhī ātmāyē̃ sadā kamal puṣhp samān nyārī aur bāp key|kī ati pyārī haĩ .
54Loving souls are detached and loving, but they are not powerfully victorious like the Father. 55They are not absorbed in love, but are loving.
62Snēhī ātmāyē̃ nyārī haĩ , pyārī bhī haĩ lēkin bāp samān śhaktiśhālī vijayī nahī̃ haĩ .
56Their special slogan is: I belong to You and I will remain Yours. 57They constantly continue to sing this song.
63Lavlīn nahī̃ hai lēkin snēhī haĩ .
58Nevertheless, they have love and they therefore remain 80% safe.
64Unhō̃ kā viśhēṣh yahī slōgan hai - tumhārē haĩ , tumhārē̃ rahē̃gē .
59However, there is still the word "sometimes" that comes in between. 60The word "always" is not used about them.
65Sadā yah gīt gātē rahtē . 66Phir bhī snēh hai isliē 80 jñ safe rahtē haĩ .
61The third number souls, because of repeatedly having to connect their love also continue to make promises with love.
67Lēkin phir bhī kabhī-kabhī śhabda ā jātā .
62"That's it. 63From today, I will become like this.
68 sadā śhabda nahī̃ ātā .
64From now, I will do this.”
69Aur tīsrē number ātmāyē̃ bār-bār snēh K|kē kāraṇ pratijñāyē̃ bhī snēh sē kartē rahtē . 70Bas abhī sē aisē bannā hai .
65Because they know the difference, they make promises and they make effort, but one or other particular sanskar doesn't allow them to remain lost in love.
71Abhī sē yah karē̃gē . 72Kyōṅki antar tō jāntē haĩ nā .
66An obstacle brings them down from their stage of being lost in love.
73Pratigyā bhī kartē , purūṣhārth bhī kartē lēkin kōī na kōī viśhēṣh purānā saṅskār lagan mō̃ magan rahnē nahī̃ dētā .
67Therefore, the word "always" cannot be used about them. 68Because they are sometimes like this and at other times like that, they have one particular weakness or another remaining.
74Vighna magan avasthā sē nīchē lē ātē .
69Such souls have a very sweet hearttoheart conversation with BapDada.
75Isliē sadā śhabda nahī ā saktā .
70They demonstrated having a lot of right.
76Lēkin kabhī kaisē , kabhī kaisē hōnē K|kē kāraṇ kōī na kōī viśhēṣh kamzōrī rah jātī hai .
71They say: The direction is from You, but You can also do it like us, and I will attain the reward of that.
77Aisī ātmāyē̃ bāpdādā kē āgē rūh-rūhān bhī bahut mīṭhī kartē haĩ .
72They say with love and a right: Since You have made me belong to You, it is now up to You.
78Hujjat bahut dikhātē . 79Kahtē haĩ direction tō āpkī haĩ lēkin hamārē taraph sē karō bhī āp . 80Aur pāvē̃ ham .
73The Father says: The Father knows, but the child should at least accept that. 74However, those children say with a right: Whether I accept or not, You will have to accept me as I am.
81Hujjat sē snēh sē kahtē - jab āpnē apnā banāyā hai tō āp hī jānō .
75So, the Father still feels mercy for such children because they are Brahmin children after all.
82Bāp kahtē haĩ bāp tō jānē̃ lēkin bachchē mānē̃ tō sahī .
76Therefore, He also gives special power through the instrument souls.
83Lēkin bachchē hujjat sē yahī kahtē ki ham mānē̃ na mānē̃ āpkō mānnā hī paṛēgā . 84Tō bāp kō phir bhī bachchō̃ par rahm ātā hai ki haĩ tō brāhmaṇ bachchē .
77However, some take their power and do transform themselves, whereas others, even though they do receive power, remain so lost in their own sanskars that they are unable to imbibe that power.
85Isliē svayã bhī nimitt banī huī ātmāō̃ dvārā viśhēṣh śhakti dētē haĩ .
78If you give something nourishing to someone to eat and he doesn't eat it, what would happen?
86Lēkin kōī śhakti lēkar badal bhī jātē aur kōī śhakti miltē bhī apnē saṅskārō̃ mē̃ mast hōnē kāraṇ śhakti kō dhāraṇ nahī̃ kar saktē .
79The Father gives special love, and some do gradually become powerful, and change from the third type of souls to the second type. 80However, because some of them are very careless, they are unable to take as much as they should.
87Jaisē kōī tākat key|kī chīz khilāō aur vah khāvē hī nahī̃ , tō kyā karē̃gē !
81All three types of children are loving children. 82They all have the title of being loving children, but they are numberwise.
88Bāp viśhēṣh śhakti dētē bhī haĩ aur kōī-kōī dhīrē-dhīrē śhaktiśhālī bantē-bantē tīsrē number sē dūsrē number mē̃ ā bhī jātē haĩ .
83Today, it is the turn of Germany. 84The whole group is number one. 85You are the number one close jewels, because those who are equal also remain close.
89Lēkin kōī-kōī bahut albēlē hōnē K|kē kāraṇ jitnā lēnā chāhiē utnā nahī̃ lē saktē .
86No matter how far away you may be physically, you are so close to the heart that you reside in the heart.
90Tīnō̃ prakār K|kē snēhī bachchē haĩ . 91Title sabhī kā snēhī bachchē haĩ lēkin number-vār haĩ .
87Because you reside on the Father's heartthrone, there is automatically no one except the Father in your heart, because in Brahmin life, the Father makes a deal with the heart.
92Āj jarmanī vālō̃ kā turn hai .
88You won His heart and you gave your heart.
93Sārā hī group number one hai nā .
89You made a deal with your heart, did you not?
94Number one samīp ratna hai .
90You stay with the Father in your heart.
95Kyōṅki jō samān hōtē haĩ vō hī samīp rahtē haĩ .
91Physically, some of you stay in one place and others in another place.
96Śharīr sē bhalē kitnā bhī dūr hō lēkin dil sē itnē najdīk haĩ jō rahtē hī dil mē̃ haĩ .
92If all of you were to stay here, what would you do sitting here? 93Even those who were living in Madhuban had to be sent out for service.
97Svayã bāp K|kē diltakhta par rahtē haĩ unhō̃ K|kē dil mē̃ svataḥ hī bāp K|kē sivāē aur kōī nahī̃ . 98Kyōṅki vahā̃ brāhmaṇ jīvan mē̃ bāp nē dil kā hī saudā kiyā hai .
94How else would the world be served? 95You have love for the Father and for service. 96This is why, according to the drama, you have reached different places and become instruments for service there.
99Dil lī aur dil dī|the . 100Dil kā saudā kiyā hai nā .
97So this is also a part that is fixed in the drama.
101Dil sē bāp kē sāth rahtē hō .
98You have become instruments for serving your equals.
102Śharīr sē tō kōī kahā̃ , kōī kahā̃ rahtē .
99Those from Germany are those who always remain happy.
103Sabhī kō yahā̃ rakhē̃ tō kyā baiṭh karē̃gē ! 104Sēvā kē liē tō madhuban mē̃ sāth rahnē vālō̃ kō bhī bāhar bhējnā paṛā .
100Since you are receiving an inheritance from the Father for all time so easily, why should you put aside that which you receive for all time and only take a little or for some time?
105Nahī̃ tō viśhva key|kī sēvā kaisē hōtī !
101The Bestower is giving, and so why should those who are taking take any less?
106Bāp sē bhī pyār hai tō sēvā sē bhī pyār hai .
102Therefore, always continue to swing in the swing of happiness.
107Isliē drama anusār bhinn-bhinn sthānō̃ par pahũch gayē hō aur vahā̃ key|kī sēvā kē nimitt ban gayē hō .
103Always be a conqueror of Maya, a conqueror of nature, be victorious and beat the drums of victory loudly in front of the world.
108Tō yah bhī drama mē̃ part nūndhā huā hai . 109Apnē hamjins key|kī sēvā kē nimitt ban gayē . 110Jarmanī vālē sadā khuśh rahnē vālē haĩ nā .
104Souls nowadays are either totally intoxicated with perishable facilities or they are weary from sorrow and peacelessness and are sleeping in such a deep sleep that they won't hear a little sound.
111Jab bāp sē sadā kā varsā itnā sahaj mil rahā hai tō sadā kō chhōṛ thōṛā sā vā kabhī-kabhī kā kyō̃ lēvē̃ !
105Those who are lost in that type of intoxication have to be really shaken awake. 106You also have to really shake those who are fast asleep in a deep sleep to awaken them.
112Dātā dē rahā hai tō lēnē vālē cum|kam kyō̃ lēvē̃ .
107So, what are those from Hamburg doing? 108It is a very good powerful group.
113Isliē sadā khuśhī K|kē jhūlē mē̃ jhūltē rahō .
109All of you have deep love for the Father and the study.
114Sadā māyājīt prakr̥iti jīt , vijayī ban vijay kā nagārā viśhva kē āgē jōr-śhōr sē bajāō .
110Those who love their study always remain powerful. 111To have love for the Father, that is, for Murlidhar means to have love for the murli.
115Ājkal kī ātmāyē̃ vināśhī sādhanō̃ mē̃ yā tō bahut mast naśhē mē̃ chūr haĩ aur yā duḥkh aśhānti sē thakē huē aisī gahrī nīnd mē̃ sōyē huē haĩ jō chhōṭā āvāj sunnē vālē nahī̃ haĩ .
112If you don’t have love for the murli, there cannot be love for Murlidhar. 113No matter how much they say that they love the Father, but that they don't have time for the study, the Father won't believe them.
116Naśhē mē̃ jō chūr hōtā hai unkō hilānā paṛtā hai .
114Where there is deep love, no obstacles can remain; they will automatically end.
117Gahrī nīnd vālē kō bhī hilākar uṭhānā paṛtā hai .
115Those who have love for the study and the murli easily overcome all obstacles.
118Tō haimabarga vālē kyā kar rahē haĩ ? 119Achchhā hī śhaktiśhālī group hai .
116Through their flying stage, they go up above and the obstacles remain down below.
120Sabhī key|kī bāp aur paṛhāī sē prīt achchhī hai .
117For those who are in the flying stage, a mountain is like a stone.
121Jinhō̃ key|kī paṛhāī sē prīt hai vah sadā śhaktiśhālī rahtē .
118Those who have love for the study can have no excuses. 119Love enables anything difficult to become easy.
122Bāp arthāt murlīdhar sē prīt mānā murlī sē prīt . 123Murlī sē prīt nahī̃ tō murlīdhar sē bhī prīt nahī̃ .
120Love for the murli, love for the study and love for the family become a fortress, and those who stay in this fortress remain safe.
124Kitnā bhī kōī kahē ki mujhē bāp sē pyār hai lēkin paṛhāī kē liē time nahī̃ . 125Bāp nahī̃ māntē .
121Both these specialities are making this group move forward. 122Because of love for the study and the family, you bring one another close with that impact.
126Jahā̃ lagan hōtī hai vahā̃ kōī vighna ṭhahar nahī̃ saktē .
123The instrument soul you have is also a loving soul (Pushpal Dadi).
127Svataḥ hī samāpt hō jāyēṅgē .
124Love does not see the language.
128Paṛhāī kī prīt , murlī sē prīt vālē , vighnō̃ kō sahaj pār kar lētē haĩ .
125The language of love is more elevated than all other languages. 126Everyone is remembering her.
129Uṛtī kalā dvārā svayã ū̃chē hō jātē .
127BapDada also remembers her. 128Baba is seeing very good practical proof.
130Vighna nīchē rah jātē .
129There is growth in service.
131Uṛtī kalā vālē kē liē pahāṛ bhī ēk patthar samān hai . 132Paṛhāī sē prīt rakhnē vālō̃ kē liē bahānā kōī nahī̃ hōtā .
130The more expansion you continue to have, the more blessings you will continue to receive from everyone as the fruit of becoming great souls.
133Prīti , muśhkil kō sahaj kar dētī hai .
131Only charitable souls become the souls who are worthy of worship.
134Ēk murlī sē pyār paṛhāī sē pyār aur parivār kā pyār kilā ban jātā hai .
132If you do not become a charitable soul at this time, you cannot become a soul worthy of worship in the future.
135Kilē mē̃ rahnē vālē safe hō jātē haĩ .
133It is also necessary to be a charitable soul. 134Achcha.
136Is group kō yah dōnō̃ viśhēṣhatāyē̃ āgē baṛhā rahī haĩ . 137Aur paṛhāī aur parivār K|kē pyār kāraṇ ēk dō kō pyār K|kē prabhāv sē samīp banā dētē haĩ .
135Blessing: May you be full of all attainments and, by knowing the importance of the confluence age, receive a countless return of one. 136At the confluence age, BapDada has promised: Give one and receive a hundred thousandfold.
138Aur phir nimitt ātmā ( puṣpāl ) bhī pyār vālī milī hai . 139Snēh , bhāṣhā kō bhī nahī̃ dēkhtā . 140Snēh key|kī bhāṣhā sabhī bhāṣhāō̃ sē śhrēṣhṭh hai .
137Just as this is the most elevated period, the most elevated birth, and you receive the most elevated titles at this time, in the same way, it is only at this time that you experience all attainments.
141Sabhī unkō yād kar rahē haĩ . 142Bāpdādā kō bhī yād hai . 143Achchhā hī pratyakṣha pramāṇ dēkh rahē haĩ . 144Sēvā key|kī vr̥iddhi hō rahī hai .
138At this time, not only do you receive a hundred thousandfold in return for one, but whenever you want, however much you want and whatever you want, the Father is bound to give you that as your Servant.
145Jitnā vr̥iddhi kartē rahē̃gē utnā mahān puṇya ātmā bannē kā phal , sarv key|kī āśhīrvād prāpt hōtī rahēgī . 146Puṇya ātmā hī pūjya ātmā bantī hai .
139You receive a countlessfold return for one, because at this time, even the Bestower of Blessings belongs to you. 140When you have the Seed in your hand, you can take whatever you want from the Seed in a second and become full of all attainments.
147Abhī puṇya ātmā nahī̃ tō bhaviṣhya mē̃ pūjya ātmā nahī̃ ban saktē . 148Puṇya ātmā bannā bhī jarūrī hai . 149Achchhā !
141Slogan: Whatever adverse situations there are, those situations will go away, but you should not let your happiness go. 142* * * O M S H A N T I* * *