बुधवार 9 अप्रैल 1986 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 109-04-86 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 09-04-86 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Sachchē sēvādhārī key|kī niśhānī 3Gyānsūrya tathā gyān chandramā bāpdādā bōlē
1Today the sun and the moon of knowledge are seeing all the stars of the constellation of the earth.
4Āj gyān sūrya , gyān chandramā apnē dhartī K|kē sitārā mandal mē̃ sabhī sitārō̃ kō dēkh rahē haĩ . 5Sitārē sabhī chamaktē huē apnī chamak vā rōśhnī dē rahē haĩ . 6Bhinn-bhinn sitārē haĩ . 7Kōī viśhēṣh gyān sitārē haĩ , kōī sahaj yōgī sitārē haĩ , kōī guṇadānamūrta sitārē haĩ .
2All the stars are sparkling.
8Kōī nirantar sēvādhārī sitārē haĩ . 9Kōī sadā sampann sitārē haĩ . 10Sabsē śhrēṣhṭh haĩ - her|har second saphaltā K|kē sitārē . 11Sāth-sāth kōī-kōī sirph ummīdō̃ K|kē sitārē bhī haĩ .
3There is variety among the stars - some are stars of knowledge, some are easy yogis, some are bestowers of virtue, some are constant servers.
12Kahā̃ ummīdō̃ K|kē sitārē aur kahā̃ saphaltā K|kē sitārē ! 13Dōnō̃ mē̃ mahān antar hai .
4Some are constantly complete and successful at every second - they are the most elevated of all.
14Lēkin haĩ dōnō̃ sitārē aur har ēk bhinn-bhinn sitārō̃ kā viśhva key|kī ātmāō̃ par , prakr̥iti par apnā-apnā prabhāv paṛ rahā hai . 15Saphaltā K|kē sitārē chārō̃ ōr apnā umaṅg utsāh kā prabhāv ḍāl rahē haĩ . 16Ummīdō̃ K|kē sitārē svayã bhī kabhī muhabbat , kabhī mēhnat dōnō̃ prabhāv mē̃ rahnē kāraṇ dūsrō̃ mē̃ kabhī-kabhī muhabbat , kabhī mēhnat kā prabhāv ḍāltē , āgē baṛhnē key|kī ummīd rakh baṛhtē jā rahē haĩ . 17Tō har ēk apnē āpsē pūchhō ki - maĩ kaun-sā sitārā hū̃ ?
5Others are still only stars of hope.
18Sabhī mē̃ gyān , yōg , guṇō̃ key|kī dhārṇā aur sēvā bhāv hai bhī lēkin sab hōtē huē bhī kismē̃ gyān key|kī chamak hai tō kismē̃ viśhēṣh yād kī - yōg kī hai . 19Aur kōī-kōī apnē guṇ-mūrta key|kī camav sē viśhēṣh ākarṣhit kar rahā hai . 20Chārō̃ hī dhārṇā hōtē huē bhī percentage mē̃ antar hai . 21Isliē bhinn-bhinn sitārē chamaktē huē dikhāī dē rahē haĩ .
6The influence of each kind of star falls on the souls of the world, and on matter.
22Yah rūhānī vichitr tārāmaṇḍal hai . 23Āp rūhānī sitārō̃ kā prabhāv viśhva par paṛtā hai .
7The stars of success influence everyone with their zeal.
24Tō viśhva K|kē sthūl sitārō̃ kā bhī prabhāv viśhva par paṛtā hai . 25Jitnā śhaktiśhālī āp svayã sitārē bantē hō utnā viśhva key|kī ātmāō̃ par prabhāv paṛ rahā hai aur āgē paṛtā hī rahēgā . 26Jaisē jitnā ghōr andhiyārā hōtā hai tō sitārō̃ key|kī rimjhim jyādā spaṣhṭ dikhāī dētī hai . 27Aisē aprāpti kā andhkār baṛhtā jā rahā hai aur jitnā baṛhtā jā rahā hai , baṛhtā jāyēgā utnā hī āp rūhānī sitārō̃ kā viśhēṣh prabhāv anubhav kartē jāyēṅgē .
8The stars of hope sometimes experience love, and sometimes labour, and this influence they exert on others - sometimes love, sometimes labour.
28Sabhī kō dhartī K|kē chamaktē huē sitārē jyōti-bindu K|kē rūp mē̃ prakāśhmay kāyā phariśhtē K|kē rūp mē̃ dikhāī dēgē . 29Jaisē abhī ākāśh K|kē sitārō̃ kē pīchhē vah apnā samay , energy aur dhan lagā rahē hai , aisē rūhānī sitārō̃ kō dēkh āśhcharyavat hōtē rahē̃gē . 30Jaisē abhī ākāśh mē̃ sitārō̃ kō dēkhtē haĩ aisē is dhartī K|kē mandal mē̃ chārō̃ ōr phariśhtō̃ key|kī jhalak aur jyōtirmay sitārō̃ key|kī jhalak dēkhē̃gē , anubhav karē̃gē - yah kaun haĩ , kahā̃ sē is dhartī par apnā chamatkār dikhānē āyē haĩ ! 31Jaisē sthāpanā K|kē ādi mē̃ anubhav kiyā hai ki chārō̃ ōr brahmā aur kr̥iṣhṇa K|kē sākṣhātkār key|kī lahar phailtī gaī .
9However they still move forward, having hopes.
32Yah kaun hai ? 33Yah kyā dikhāī dētā hai ? 34Yah samajhnē kē liē bahutō̃ kā attention gayā .
10Each has a different percentage, a different degree of sparkle, in each of gyan, yoga, virtues , and feelings of service.
35Aisē ab ant mē̃ chārō̃ ōr yah dōnō̃ rūp jyōti aur phariśhtā usmē̃ bāpdādā aur bachchē sabkī jhalak dikhāī dēgī . 36Aur sabhī kā ēk sē anēkō̃ kā isī taraph svataḥ hī attention jāyēgā . 37Abhī yah divya dr̥iśhya āp sabkē sampann bannē tak rahā huā hai . 38Phariśhtē pan key|kī sthiti sahaj aur svataḥ anubhav karē̃ tab vah sākṣhāt phariśhtē sākṣhātkār mē̃ dikhāī dēgē .
11And so each can ask himself - which variety of star am I ?
39Yah varṣh phariśhtēpan key|kī sthiti kē liē viśhēṣh diyā huā hai . 40Kaī bachchē samajhtē haĩ ki kyā sirph yād kā abhyās karē̃gē vā sēvā bhī karē̃gē ! 41Vā sēvā sē mukt hō tapasyā mē̃ hī rahē̃gē ! 42Bāpdādā sēvā kā yathārth arth|earth sunā rahē haĩ
12This is a unique spiritual constellation.
43Sēvābhāv arthāt sadā her|har ātmā kē prati śhubh bhāvnā . 44Śhrēṣhṭh kāmnā kā bhāv .
13The more powerful you make yourself, the more more influence you have on the souls of the world.
45Sēvā bhāv arthāt her|har ātmā key|kī bhāvnā pramāṇ phal dēnā . 46Bhāvnā had key|kī nahī̃ lēkin śhrēṣhṭh bhāvnā . 47Āp sēvādhāriyō̃ prati agar kōī rūhānī snēh key|kī bhāvnā rakhtē , śhaktiyō̃ K|kē sahyōg key|kī bhāvnā rakhtē , khuśhī key|kī bhāvnā rakhtē , śhaktiyō̃ K|kē prāpti key|kī bhāvnā rakhtē , umaṅg-utsāh key|kī bhāvnā rakhtē , aisē bhinn bhinn bhāvnā kā phal arthāt sahyōg dvārā anubhūti karānā , tō sēvā-bhāv iskō kahā jātā hai . 48Sirph speech karkē ā gayē , yā group samjhākar ā gayē , course pūrā karākē ā gayē , vā centre khōlkar ā gayē , iskō sēvā bhāv nahī̃ kahā jātā .
14The greater the darkness all around, the more clearly the sparkle of the stars is visible.
49Sēvā arthāt kisī bhī ātmā kō prāpti kā mēvā anubhav karānā . 50Aisī sēvā mē̃ tapasyā sadā sāth hai .
15The darkness of lack of attainment will continue to increase, until you spiritual stars experience having a special influence on all.
51Tapasyā kā arth|earth sunāyā - dr̥iṛh saṅkalp sē kōī bhī kārya karnā . 52Jahā̃ yathārth sēvā bhāv hai vahā̃ tapasyā kā bhāv alag nahī̃ . 53 tyāg-tapasyā-sēvā - in tīnō̃ kā combined rūp - sachchī sēvā hai , aur nāmdhārī sēvā kā phal alpkāl kā hōtā hai . 54Vahā̃ hī sēvā key|kī aur vahā̃ hī alpkāl K|kē prabhāv kā phal prāpt huā aur samāpti hō gaī .
16Everyone will see you in your forms of a dot of light, and a body of light, as the angels.
55Alpkāl K|kē prabhāv kā phal - alpkāl key|kī mahimā hai . 56Bahut achchhā bhāṣhaṇ kiyā , bahut achchhā course karāyā , bahut achchhī sēvā key|kī .
17They will watch the constellation of this earth, the sparkle of the angels, and will be amazed.
57Tō achchhā-achchhā kahnē kā alpkāl kā phal milā aur unkō mahimā sunnē kā alpkāl kā phal milā . 58Lēkin anubhūti karānā arthāt bāp sē sambandh juṛvānā , śhaktiśhālī banānā - yah hai sachchī sēvā . 59Sachchī sēvā mē̃ tyāg-tapasyā na hō tō yah 50-50 pratiśhat vālī sēvā nahī̃ , lēkin 25 pratiśhat sēvā hai . 60Sachchē sēvādhārī key|kī niśhānī hai - tyāg arthāt namratā , aur tapasyā arthāt ēk bāp K|kē niśhchay , naśhē mē̃ dr̥iṛhtā .
18They will ask “where does this sparkle and light and beauty come from?”.
61Yathārth sēvā iskō kahā jātā hai . 62Bāpdādā nirantar sachchē sēvādhārī bannē kē liē kahtē haĩ .
19At the beginning of establishment, many had visions of Brahma and Krishna, even when sitting far away.
63Nām sēvā hō aur svayã bhī disturb hō , dūsrē kō bhī disturb karē̃ , is sēvā sē mukt hōnē kē liē bāpdādā kah rahē haĩ . 64Aisī sēvā na karnā achchhā hai . 65Kyōṅki sēvā kā viśhēṣh guṇ santuṣhṭatā hai . 66Jahā̃ santuṣhṭatā nahī̃ , chāhē svayã sē chāhē samparka vālō̃ sē , vah sēvā - na svayã kō phal key|kī prāpti karāyēgī , na dūsrō̃ kō .
20This wave of visions spread everywhere - the attention of many was drawn to try and understand.
67Issē svayã apnē kō pahlē santuṣhṭamaṇī banāē phir sēvā mē̃ āvē vah achchhā hai . 68Nahī̃ tō sūkṣhma bōjh jarūr hai . 69Vah anēk prakār kā bōjh uṛtī kalā mē̃ vighna rūp ban jātā hai . 70Bōjh chaṛhānā nahī̃ hai , bōjh utārnā hai .
21In the same way now, at the end in all different corners, this sparkle of both forms (the dot and the angel) will be visible, and the attention of all will be drawn here.
71Jab aisē samajhtē hō tō issē ēkāntvāsī bannā achchhā hai kyōṅki ēkāntvāsī bannē sē sva parivartan kā attention jāyēgā . 72Tō bāpdādā tapasyā jō kah rahē haĩ - vah sirph din rāt baiṭhē-baiṭhē tapasyā kē liē nahī̃ kah rahē haĩ . 73Tapasyā mē̃ baiṭhnā bhī sēvā hī hai . 74Light house , might house ban śhānti key|kī , śhakti key|kī kiraṇō̃ dvārā vāyumaṇḍal banānā hai .
22This divine scene is waiting for all of you to become complete.
75Tapasyā kē sāth mansā sēvā juṛī huī hai . 76Alag nahī̃ hai . 77Nahī̃ tō tapasyā kyā karē̃gē !
23When you experience the angelic stage of consciousness easily, there will be visions of the ones who truly are the angels.
78Śhrēṣhṭh ātmā - brāhmaṇ ātmā tō hō gayē . 79Ab tapasyā arthāt svayã sarv śhaktiyō̃ sē sampann ban dr̥iṛh sthiti , dr̥iṛh saṅkalp dvārā viśhva key|kī sēvā karnā . 80Sirph vāṇī V|we sēvā , sēvā nahī̃ hai . 81Jaisē sukh-śhānti-pavitratā kā āpas mē̃ sambandh hai vaisē tyāg-tapasyā-sēvā kā sambandh hai .
24This year has been specially given so you can experience the angelic stage of consciousness.
82Bāpdādā tapasvī rūp arthāt śhaktiśhālī sēvādhārī rūp banānē kē liē kahtē haĩ . 83Tapasvī rūp key|kī dr̥iṣhṭi bhī sēvā kartī . 84Unkā śhānt svarūp chēhrā bhī sēvā kartā , tapasvī mūrt K|kē darśhan mātra sē bhī prāpti key|kī anubhūti hōtī hai . 85Isliē ājkal dēkhō jō haṭh sē tapasyā kartē haĩ , unkē darśhan kē pīchhē bhī kitnī bhīṛ hō jātī hai .
25Some children are thinking “should we be liberated from service and just sit in tapasya?”.
86Yah āpkī tapasyā K|kē prabhāv kā yādgār ant tak chalā ā rahā hai . 87Tō samjhā - sēvā bhāv kiskō kahā jātā hai . 88Sēvā bhāv arthāt sarv key|kī kamzōriyō̃ kō samānē kā bhāv . 89Kamzōriyō̃ kā sāmnā karnē kā bhāv nahī̃ , samānē kā bhāv .
26BapDada is now telling you the accurate significance of service.
90Svayã sahan kar dūsrē kō śhakti dēnē kā bhāv . 91Isliē sahanśhakti kahā jātā hai . 92Sahan karnā - śhakti bharnā aur śhakti dēnā hai . 93Sahan karnā , marnā nahī̃ hai .
27Feelings of service means constant good wishes for every soul - to have pure elevated desires.
94Kaī sōchtē haĩ ham tō sahan kar kar mar jāyēṅgē . 95Kyā hamē̃ marnā hai kyā ! 96Lēkin yah marnā nahī̃ hai . 97Yah sab K|kē dilō̃ mē̃ snēh sē jīnā hai .
28Just giving a speech, or explaining to groups, or giving the course to someone, or opening a centre, is not feelings of service.
98Kaisā bhī virōdhī hō , rāvaṇ sē bhī tēj hō , ēk bār nahī̃ 10 bār sahan karnā paṛē phir bhī sahanśhakti kā phal avināśhī aur madhur hōgā . 99Vah bhī jarūr badal jāyēgā . 100Sirph yah bhāvnā nahī̃ rakhō ki mainnē itnā sahan kiyā , tō yah bhī kuchh karē̃ . 101Alpkāl K|kē phal key|kī bhāvnā nahī̃ rakhō .
29Service means to serve a soul in such a way that they experience some attainment.
102Rahm bhāv rakhō - iskō kahā jātā hai - sēvābhāv . 103Tō is varṣh aisī sachchī sēvā kā sabūt dē sapūt key|kī list mē̃ ānē kā golden chance dē rahē haĩ . 104Is varṣh yah nahī̃ dēkhē̃gē ki mēlā vā function bahut achchhā kiyā . 105Lēkin santuṣhṭamaṇiyā̃ ban santuṣhṭatā key|kī sēvā mē̃ number āgē jānā .
30Tapasya is automatically included in such service.
106 vighna vināśhak title K|kē ceremony mē̃ inām lēnā . 107Samjhā ! 108Isī kō hī kahā jātā hai - naṣhṭōmōhā smr̥iti svarūp .
31Tapasya means to perform any task with determined thought.
109Tō 18 varṣh key|kī samāpti kā yah viśhēṣh sampann bannē kā adhyāy svarūp mē̃ dikhāō . 110Iskō hī kahā jātā - bāp samān bannā . 111Achchhā !
32True service combines renunciation and tapasya and service.
112Sadā chamaktē huē rūhānī sitārō̃ kō , sadā santuṣhṭatā key|kī lahar phailānē vālī santuṣṭ-maṇiyō̃ kō , sadā ēk hī samay par tyāg-tapasyā-sēvā kā prabhāv ḍālnē vālē prabhāvśhālī ātmāō̃ kō , sadā sarv ātmāō̃ kō rūhānī bhāvnā kā rūhānī phal dēnē vālē bīj-svarūp bāp samān śhrēṣhṭh bachchō̃ kō bāpdādā kā sampann bannē kā yādpyār aur namastē 113Pañjāb tathā hariyāṇā zone K|kē bhāī-bahanō̃ sē avyakt bāpdādā key|kī mulākāt - sadā apnē kō achal-aḍōl ātmāyē̃ anubhav kartē hō ? 114Kisī bhī prakār key|kī halchal mē̃ achal rahnā yahī śhrēṣhṭh brāhmaṇ ātmāō̃ key|kī niśhānī hai . 115Duniyā halchal mē̃ hō lēkin āp śhrēṣhṭh ātmāyē̃ halchal mē̃ nahī̃ ā saktī .
33Service without renunciation and tapasya is service in name only, and its fruits are temporary.
116Kyō̃ ? 117Drama key|kī her|har scene kō jāntē hō . 118Knowledgeful hō . 119Jō knowledgeful hōtē haĩ vah powerful bhī hōtē haĩ .
34True service inspires others to have an experience, to link with Baba, and make themselves powerful.
120Tō knowledgeful ātmāyē̃ , powerful ātmāyē̃ sadā svataḥ hī achal rahtī haĩ . 121Tō kabhī vāyumaṇḍal sē ghabrātē tō nahī̃ hō ! 122Nirbhay hō ? 123Śhaktiyā̃ nirbhay hō ?
35The sign of a true server is renunciation, humility and tapasya, that is determination in faith and the intoxication of the one Father.
124Yā thōṛā-thōṛā ḍar lagtā hai ? 125Kyōṅki yah tō pahlē sē hī - sthāpanā K|kē samay sē hī jāntē hō ki bhārat mē̃ civil war hōnī hī hai . 126Yah śhurū K|kē chitrō̃ mē̃ hī āpkā dikhāyā huā hai . 127Tō jō dikhāyā hai vah hōnā tō hai nā !
36This is what is meant by accurate service.
128Bhārat kā part hī civil war sē hai isliē nothing new . 129Tō nothing new hai yā ghabrā jātē hō - kyā huā , kaisē huā , yah huā … samāchār suntē dēkhtē bhī drama key|kī banī huī bhāvī kō śhaktiśhālī ban dēkhtē aur aurō̃ kō bhī śhakti dētē - yahī kām hai nā āp sabkā ! 130Duniyā vālē ghabrātē rahtē aur āp un ātmāō̃ mē̃ śhakti bhartē . 131Jō bhī samparka mē̃ āyē , usē śhaktiyō̃ kā dān dētē chalō .
37BapDada is asking you to become constant true servers.
132Śhānti kā dān dētē chalō .
133Abhī samay hai aśhānti K|kē samay - śhānti dēnē kā . 134Tō śhānti K|kē messenger hō . 135Śhānti dūt gāyē huē haĩ nā ! 136Vah āp hī hō yā dūsrē haĩ ?
38If in the name of service you are disturbed, and disturb others, then BapDada asks you to be free from that service.
137Tō kabhī bhī kahā̃ bhī rahtē hō , chaltē hō , sadā apnē kō śhānti K|kē dūt samajhkar chalō . 138Śhānti K|kē dūt haĩ , śhānti kā sandēśh dēnē vālē hai tō svayã bhī śhānt svarūp śhaktiśhālī hōṅgē aur dūsrō̃ kō bhī dētē rahē̃gē . 139Vah aśhānti dēvē̃ , āp śhānti dō . 140Vah āg lagāyē̃ , āp pānī ḍālō .
39It is better not to serve in that case.
141Yahī kām hai nā ! 142Iskō kahtē haĩ - sachchē sēvādhārī . 143Tō aisē samay par isī sēvā key|kī āvaśhyaktā hai . 144Śharīr tō vināśhī hai , lēkin ātmā śhaktiśhālī hōtī hai tō ēk śharīr chhūṭ bhī jātā hai tō dūsrē mē̃ yād kī prālabdh chaltī rahēgī .
40The special virtue of service is contentment, either with the self or with those who are in contact, so first become a jewel of contentment, and then come into service.
145Isliē avināśhī prāptī karātē chalō . 146Tō āp kaun hō ? 147Śhānti K|kē dūt . 148Śhānti K|kē messenger , master śhānti dātā , master śhakti dātā .
41If there is any burden, it is better to remain in solitude, and pay attention to self transformation.
149Yah smr̥iti sadā rahtī hai nā ! 150Sadā apnē kō isī smr̥iti sē āgē baṛhātē chalō . 151Aurō̃ kō bhī āgē baṛhāō , yahī sēvā hai ! 152Government K|kē kōī bhī niyam hōtē haĩ tō unkō pālan karnā hī paṛtā hai lēkin jab thōṛā bhī samay miltā hai tō mansā sē , vāṇī sē , sēvā jarūr kartē rahō .
42The tapasya that BapDada is talking about is not just a question of sitting in tapasya day and night, though to sit in tapasya is also service, but it is to be a lighthouse and might-house and spread the rays of peace and power.
153Abhī mansā sēvā key|kī tō bahut āvaśhyaktā hai , lēkin jab svayã mē̃ śhakti bharī huī hōgī tab dūsrō̃ kō dē sakē̃gē . 154Tō sadā śhānti dātā K|kē bachchē śhānti dātā banō . 155Dātā bhī hō tō vidhātā bhī hō . 156Chaltē-phirtē yād rahē - maĩ master śhānti dātā , master śhakti dātā hū̃ - isī smr̥iti sē anēk ātmāō̃ kō vibration dētē rahō .
43Tapasya is the service of the mind.
157Tab vah mahsūs karē̃gē ki inkē samparka mē̃ ānē sē śhānti key|kī anubhūti hō rahī hai . 158Tō yahī vardān yād rakhnā - ki bāp samān master śhānti dātā , śhakti dātā bannā hai . 159Sabhī bahādur hō nā ! 160Halchal mē̃ bhī vyarth saṅkalp nahī̃ chalē .
44You are already elevated souls, but tapasya means to be complete with all powers within the self, and to have the determined thought and stage of consiousness of serving the world.
161Kyōṅki vyarth saṅkalp samarth bannē nahī̃ dēgā . 162Kyā hōgā , yah tō nahī̃ hōgā … yah vyarth hai . 163Jō hōgā uskō śhaktiśhālī hōkar dēkhō aur dūsrō̃ kō śhakti dō . 164Yah bhī sidescenes ātī haĩ .
45To serve with words isn’t service.
165Yah bhī ēk by-plot chal rahā hai . 166By-plot samajhkar dēkhō tō ghabrāyēṅgē nahī̃ . 167Achchhā 1682 . apnē kō padmāpadam bhāgyavān anubhav kartē hō ?
46It is service through the mind which is accumulated in the account of service.
169Kyōṅki dēnē vālā bāp itnā dētā hai jō ēk janm tō bhāgyavān bantē hī hō lēkin anēk janm tak yah avināśhī bhāgya chaltā rahēgā .
170Aisā avināśhī bhāgya kabhī svapn mē̃ bhī sōchā thā ! 171Asambhav lagtā thā nā ? 172Lēkin āj sambhav hō gayā . 173Tō aisī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ hai - yah khuśhī rahtī hai ?
47Just as happiness, peace and purity are related, in the same way renunciation, tapasya, and service are related to each other.
174Kabhī kisī bhī paristhiti mē̃ khuśhī gāyab tō nahī̃ hōtī ! 175Kyōṅki bāp dvārā khuśhī kā khazānā rōj miltā rahtā hai , tō jō chīz rōj miltī hai vah baṛhēgī nā . 176Kabhī bhī khuśhī kam hō nahī̃ saktī . 177Kyōṅki khuśhiyō̃ K|kē sāgar dvārā miltā hī rahtā hai .
48BapDada is asking you to become the form of tapasya, the form of the powerful server.
178Akhuṭ hai . 179Kabhī bhī kisī bāt K|kē phikar mē̃ rahnē vālē nahī̃ . 180Property kā kyā hōgā , parivār kā kyā hōgā ? 181Yah bhī phikar nahī̃ .
49The drishti of one who is the embodiment of tapasya will do service.
182Bēphikar ! 183Purānī duniyā kā kyā hōgā ! 184Parivartan hī hōgā nā . 185Purānī duniyā mē̃ kitnā bhī śhrēṣhṭh hō lēkin sab purānā hī hai .
50The face, which is the embodiment of peace, will also do service.
186Isliē bēphikar ban gayē . 187Patā nahī̃ āj hai kal rahēṅgē-nahī̃ rahē̃gē - yah bhī phikar nahī̃ . 188Jō hōgā achchhā hōgā . 189Brāhmaṇō̃ kē liē sab achchhā hai .
51Simply glimpsing one who is an image of tapasya will give attainment.
190Burā kuchh nahī̃ . 191Āp tō pahlē hī bādśhāh hō . 192Abhī bhī bādśhāh , bhaviṣhya mē̃ bhī bādśhāh . 193Jab sadā K|kē bādśhāh ban gayē tō bēphikar hō gayē .
52Feelings of service doesn’t mean opposing the weaknesses of others - it means merging those weaknesses, having tolerance and giving power to others.
194Aisī bādśhāhī jō kōī chhīn nahī̃ saktā . 195Kōī bandūk sē bādśhāhī uṛā nahī̃ saktā .
53Hence the term “the power of tolerance”.
196Yahī khuśhī sadā rahē aur aurō̃ kō bhī dētē jāō . 197Aurō̃ kō bhī bēphikar bādśhāh banāō . 198Achchhā !
54To tolerate means to fill the self with power and to give power to others.
1993 . sadā apnē kō bāp kī yād key|kī chhatrachhāyā mē̃ rahnē vālī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ anubhav kartē hō ? 200Yah yād kī chhatrachhāyā sarv vighnō̃ sē safe kar dētī hai . 201Kisī bhī prakār kā vighna chhatrachhāyā mē̃ rahnē vālē kē pās ā nahī̃ saktā . 202Chhatrachhāyā mē̃ rahnē vālē niśhchit vijayī hai hī .
55Tolerance is the way to live in everyone’s heart with love.
203Tō aisē banē hō ? 204Chhatrachhāyā sē agar saṅkalp rūpī pāṅw bhī nikālā tō māyā war|vār kar lēgī . 205Kisī bhī prakār key|kī paristhiti āvē chhatrachhāyā mē̃ rahnē vālē kē liē muśhkil sē muśhkil bāt bhī sahaj hō jāyēgī . 206Pahāṛ samān bātē̃ rūī K|kē samān anubhav hōṅgī .
56No matter how much opposition there may be - they may be stronger than Ravan - yet still the fruit of tolerance is eternal and sweet, and they will definitely change.
207Aisī chhatrachhāyā key|kī kamāl hai . 208Jab aisī chhatrachhāyā milē tō kyā karnā chāhiē ? 209Chāhē alpkāl key|kī kōī bhī ākarṣhaṇ hō lēkin bāhar nikalā tō gayā . 210Isliē alpkāl key|kī ākarṣhaṇ kō bhī jān gayē hō .
57Don’t desire anything in return - don’t wish for temporary fruit - have feelings of mercy.
211Is ākarṣhaṇ sē sadā dūr rahnā . 212Had key|kī prāpti tō is ēk janm mē̃ samāpt hō jāyēgī . 213Bēhad key|kī prāpti sadā sāth rahēgī . 214Tō bēhad key|kī prāpti karnē vālē arthāt chhatrachhāyā mē̃ rahnē vālē viśhēṣh ātmāyē̃ hai , sādhāraṇ nahī̃ .
58This is what is meant by feelings of service.
215Yah smr̥iti sadā kē liē śhaktiśhālī banā dēgī . 216Jō sikkīladhē lāḍlē hōtē haĩ vah sadā chhatrachhāyā K|kē andar rahtē haĩ . 217Yād hī chhatrachhāyā hai .
59So be the destroyer of attachment and the embodiment of remembrance - become complete - reach the conclusion in this 18th year.
218Is chhatrachhāyā sē saṅkalp rūpī pāṅw bhī bāhar nikālā tō māyā ā jāyēgī . 219Yah chhatrachhāyā māyā kō sāmnē nahī̃ ānē dētī . 220Māyā key|kī tākat nahī̃ hai - chhatrachhāyā mē̃ ānē key|kī . 221Vah sadā māyā par vijayī ban jātē haĩ .
60Be like the Father.
222Bachchā bannā arthāt chhatrachhāyā mē̃ rahnā . 223Yah bhī bāp kā pyār hai jō sadā bachchō̃ kō chhatrachhāyā mē̃ rakhtē haĩ . 224Tō yahī viśhēṣh vardān yād rakhnā - ki lāḍlē ban gayē , chhatrachhāyā mil gaī . 225Yah vardān sadā āgē baṛhātā rahēgā .
61Achcha.
226Vidāī K|kē samay - ( amr̥itvēlē ) 227Yah saṅgamyug amr̥itvēlā hai . 228Pūrā hī saṅgamyug amr̥itvēlā hōnē K|kē kāraṇ is samay key|kī sadā kē liē mahāntā gāī jātī hai . 229Tō pūrā hī saṅgamyug arthāt amr̥tabēlā arthāt diamond morning .
62To the spiritual stars who are constantly sparkling; to the jewels of contentment who spread the wave of contentment; to the powerful souls who influence others through constant and simultaneous renunciation, tapasya, and service; to those who constantly give spiritual feelings to all souls; to the elevated children who are each a seed like the Father, BapDada’s love, remembrance, and namaste for becoming perfect.
230Sadā bāp bachchō̃ kē sāth hai aur bachchē bāp kē sāth haĩ isliē bēhad key|kī diamond morning . 231Bāpdādā sadā kartē hī rahtē haĩ lēkin vyakt svarūp mē̃ vyakt dēśh K|kē hisāb sē āj bhī sabhī bachchō̃ kō sadā sāth rahnē key|kī good morning kahō , golden morning kahō , diamond morning kahō jō bhī kahō vah bāpdādā sabhī bachchō̃ kō dē rahē haĩ . 232Svayã bhī diamond hō aur morning bhī diamond hai , aur bhī diamond banānē kī hai isliē sadā sāth rahnē key|kī good morning . 233Achchhā .
63* * * O M S H A N T I* * *