शुक्रवार 11 अप्रैल 1986 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 111-04-86 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban 2Śhrēṣhṭh takdīr key|kī taṣhwīr banānē key|kī yukti 3Avyakt bāpdādā bōlē
0> > 11-04-86 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
4Āj takdīr banānē vālē bāpdādā sabhī bachchō̃ key|kī śhrēṣhṭh takdīr key|kī taṣhwīr dēkh rahē̃ haĩ . 5Takdīrvān sabhī banē haĩ , lēkin har ēk K|kē takdīr K|kē taṣhwīr key|kī jhalak apnī-apnī hai . 6Jaisē kōī bhī taṣhwīr banānē vālē taṣhwīr banātē haĩ tō kōī taṣhwīr hajārō̃ rūpayō̃ K|kē dām key|kī amūlya hōtī hai , kōī sādhāraṇ bhī hōtī hai . 7Yahā̃ bāpdādā dvārā milē huē bhāgya kō , takdīr kō taṣhwīr mē̃ lānā arthāt practical jīvan mē̃ lānā hai .
1Today BapDada, the maker of fortune, is looking at the portraits of elevated fortune of all of the children.
8Ismē̃ antar hō jātā hai . 9Takdīr banānē vālē nē ēk hī samay aur ēk nē hī sabhī kō takdīr bā̃ṭī . 10Lēkin takdīr kō taṣhwīr mē̃ lānē vālī her|har ātmā bhinn-bhinn hōnē K|kē kāraṇ jō taṣhwīr banāī hai usmē̃ number-vār dikhāī dē rahē haĩ . 11Kōī bhī taṣhwīr key|kī viśhēṣhtā nayan aur muskarāhaṭ hōtī hai .
2All are fortunate, but the splendour of each individual portrait of fortune is unique.
12In dō viśhēṣhatāō̃ sē hī taṣhwīr kā mūlya hōtā hai . 13Tō yahā̃ bhī takdīr K|kē taṣhwīr key|kī yahī dō viśhēṣhatāyē̃ haĩ . 14Nayan arthāt rūhānī viśv-kalyāṇī , rahm dil , par-upkārī dr̥iṣhṭi . 15Agar dr̥iṣhṭi mē̃ yah viśhēṣhatāyē̃ hai tō bhāgya key|kī taṣhwīr śhrēṣhṭh hai .
3Some portraits are worth millions while others are ordinary.
16Mūl bāt hai dr̥iṣhṭi aur muskarāhaṭ , chēhrē key|kī chamak . 17Yah hai sadā santuṣhṭ rahnē key|kī - santuṣhṭatā aur prasannatā key|kī jhalak . 18Isī viśhēṣhatāō̃ sē sadā chēhrē par rūhānī chamak ātī hai .
4To portray the fortune that BapDada has given you means to apply it in your life practically - it is in this the the difference arises.
19Rūhānī muskān anubhav hōtī hai . 20Yah dō viśhēṣhatāyē̃ hī taṣhwīr kā mūlya baṛhā dētī haĩ . 21Tō āj yahī dēkh rahē thē .
5The speciality of any portrait is revealed by the eyes and the smiling expression.
22Takdīr key|kī taṣhwīr tō sabhī nē banāī hai . 23Taṣhwīr banānē key|kī kalam bāp nē sabkō dī hai .
6The portrait is valued on the basis of these two specialities.
24Vah kalam hai - śhrēṣhṭh smr̥iti , śhrēṣhṭh karmō̃ kā gyān . 25Śhrēṣhṭh karma aur śhrēṣhṭh saṅkalp arthāt smr̥iti . 26Is gyān key|kī kalam dvārā her|har ātmā apnē takdīr key|kī taṣhwīr banā rahī hai , aur banā bhī lī hai . 27Taṣhwīr tō ban gaī hai .
7If the eyes express spiritual drishti filled with world benefit, mercy and benevolence - if there is the spiritual smile that comes from constant contentment and cheerfulness - if the face sparkles with these two specialities - then the portrait of fortune is elevated.
28Nain chain bhī ban gayē haĩ . 29Ab last touching hai sampūrṇtā key|kī . 30Bāp samān bannē key|kī . 31Double vidēśhī chitra banānē jyādā pasand kartē haĩ nā .
8Everyone has painted their portrait of fortune, using the tools, given by Baba, of elevated consciousness and the knowledge of elevated action.
32Tō bāpdādā bhī āj sabhī key|kī taṣhwīr dēkh rahē̃ haĩ . 33Harēk apnī taṣhwīr dēkh saktē haĩ nā ki kahā̃ tak taṣhwīr mūlyavān banī hai . 34Sadā apnī is rūhānī taṣhwīr kō dēkh ismē̃ sampūrṇtā lātē rahō . 35Viśhva key|kī ātmāō̃ sē tō śhrēṣhṭh bhāgyavān kōṭō̃ mē̃ kōī , kōī mē̃ bhī kōī amūlya vā śhrēṣhṭh bhāgyavān tō hō hī .
9The portrait has been produced, and the expression has been detailed.
36Lēkin ēk hai śhrēṣhṭh dūsrē haĩ śhrēṣhṭh tē śhrēṣhṭh . 37Tō śhrēṣhṭh banē haĩ vā śhrēṣhṭh tē śhrēṣhṭh banē haĩ ! 38Yah check karnā hai . 39Samjhā !
10Now the last touches are for perfection, to become equal to the Father.
40Ab double vidēśhī race karē̃gē nā ! 41Āgē number lēnā hai vā āgē vālō̃ kō dēkh khuśh hōnā hai ! 42Dēkh-dēkh khuśh hōnā bhī āvaśhyak hai , lēkin svayã pīchhē hōkar nahī̃ dēkhō , sāth-sāth hōtē dūsrō̃ kō bhī dēkh harṣhit hō chalō . 43Svayã bhī āgē baṛhō aur pīchhē vālō̃ kō bhī āgē baṛhāō .
11Continually see your portrait, and continue to perfect it.
44Isī kō hī kahtē haĩ - par-upkārī . 45Yah par-upkārī bannā iskī viśhēṣhtā hai - svārtha bhāv sē sadā mukt rahnā . 46Her|har paristhiti mē̃ , her|har kārya mē̃ her|har sahyōgī saṅgaṭhan mē̃ jitnā niḥsvārth-pan hōgā , utnā hī par-upkārī hōgā .
12It is more elevated than those of the souls of the world - you are more valuable - you have elevated fortune, because you are a handful out of multi-millions.
47Svayã sadā bharpūr anubhav karēgā . 48Sadā prāpti svarūp key|kī sthiti mē̃ hōgā .
13But it is one thing to be elevated, and another to be the most elevated of all.
49Tab par-upkārī key|kī last stage anubhav kar aur karā sakē̃gē . 50Jaisē brahmā bāp kō dēkhā last samay key|kī sthiti mē̃ uparām aur par-upkār yah viśhēṣhtā sadā dēkhī . 51Sva kē prati kuchh bhī svīkār nahī̃ kiyā . 52Na mahimā svīkār key|kī , na vastu svīkār key|kī .
14Now the double foreigners will race, will they not?
53Na rahnē kā sthān svīkār kiyā . 54Sthūl aur sūkṣhma - sadā pahlē bachchē . 55Iskō kahtē haĩ - par-upkārī . 56Yahī sampannatā key|kī sampūrṇtā key|kī niśhānī hai .
15Are you going to take a number up front, or are you simply going to be happy with seeing others up front.
57Samjhā ! 58Muraliyā̃ tō bahut sunī . 59Ab murlīdhar ban sadā nāchtē aur nachātē rahnā hai . 60Murlī sē - sāmp K|kē viṣh kō bhī samāpt kar lētē haĩ .
16It is definitely good to be happy seeing that, but do not see others from behind - be alongside them.
61Tō aisā murlīdhar hō jō kisī kā kitnā bhī kaṛavā svabhāv saṅskār hō - uskō bhī vaśh kar dē arthāt ussē mukt kar nachā dē . 62Harṣhit banā dē . 63Abhī yah result dēkhē̃gē ki kaun-kaun aisē yōgya murlīdhar bantē haĩ . 64Murlī sē bhī pyār hai , murlīdhar sē bhī pyār hai lēkin pyār kā sabūt hai - jō murlīdhar key|kī śhubh āśhā hai , her|har bachchē prati vah practical mē̃ dikhānā .
17Move forward, and encourage those who are behind you to move forward too.
65Pyār key|kī niśhānī hai - jō kahā vah karkē dikhānā . 66Aisē master murlīdhar hō nā ! 67Bannā hī hai , ab nahī̃ banē̃gē tō kab banē̃gē ! 68Karē̃gē , yah khyāl nahī̃ karō .
18This is what is meant by benevolence - being constantly liberated from selfish attitudes.
69Karnā hī hai . 70Har ēk yahī sōñcē ki ham nahī̃ karē̃gē tō kaun karēgā ! 71Hamkō karnā hī hai . 72Bannā hī hai .
19To the extent you are unselfish, you will experience yourself to be full, the embodiment of attainment.
73Kalp key|kī bājī jītnī hī hai . 74Pūrē kalp key|kī bāt hai . 75Tō first division mē ānā hai , yah dr̥iṛhtā dhāraṇ karnī hai . 76Kōī naī bāt kar rahē hō kyā !
20Then you will experience the final stage of being benevolent, and will enable others to have that experience too.
77Kitnā bār key|kī huī bāt kō sirph lakīr kē ūpar lakīr khīñch rahē hō ! 78Drama key|kī lakīr khīñchī huī hai . 79Naī lakīr bhī nahī̃ lagā rahē hō , jō sōchō ki patā nahī̃ , sīdhī hōgī vā nahī̃ . 80Kalp-kalp key|kī banī huī prālabdh kō sirph banātē hō .
21At the end you saw Brahma Baba completely detached and benevolent - he never accepted anything for himself - he never accepted praise, nor any items, nor did he accept a place to live.
81Kyōṅki karmō̃ K|kē phal kā hisāb hai . 82Bākī naī bāt kyā hai ! 83Yah tō bahut purānī hai . 84Huī paṛī hai .
22Whether physical or subtle, the children always come first.
85Yah hai aṭal niśhchay . 86Iskō dr̥iṛhtā kahtē haĩ . 87Iskō tapasvī mūrt kahtē haĩ . 88Her|har saṅkalp mē̃ dr̥iṛhtā mānā - tapasyā .
23This is benevolence, the sign of being complete and perfect.
89Achchhā !
90Bāpdādā highest host bhī hai aur golden guest bhī hai . 91Host bankar bhī miltē haĩ , guest ban kar ātē haĩ . 92Lēkin golden guest hai . 93Camakīlā hai nā .
24Understand?
94Guest tō bahut dēkhē - lēkin golden guest nahī̃ dēkhā . 95Jaisē chief guest kō bulātē hō tō vah thanks dētē haĩ . 96Tō brahmā bāp nē bhī host ban iśhārē diyē aur guest ban sabkō mubārak dē rahē̃ haĩ . 97Jinhōnnē pūrī season mē̃ sēvā key|kī un sabkō golden guest K|kē rūp mē̃ badhāī dē rahē haĩ .
25You have heard many murlis.
98Sabsē pahlī mubārak kiskō ?
99Nimitt dādiyō̃ kō .
100Bāpdādā , nirvighna sēvā K|kē samāpti key|kī mubārak dē rahē haĩ . 101Madhuban nivāsiyō̃ kō bhī nirvighna harṣhit ban mēhmān nivājī karnē key|kī viśhēṣh mubārak dē rahē haĩ . 102Bhagvān bhī mēhmān ban āyā tō bachchē bhī . 103Jiskē ghar mē̃ bhagvān mēhmān bankar āvē vah kitnē bhāgyaśhālī haĩ !
26Now play the murlis and dance and inspire others to dance.
104Rath kō bhī mubārak haĩ kyōṅki yah part bajānā bhī kōī cum|kam bāt nahī̃ . 105Itnī śhaktiyō̃ kō , itnā samay pravēśh hōnē par dhārṇā karnā yah bhī viśhēṣh part hai . 106Lēkin yah samānē key|kī śhakti kā phal hai . 107Āp sabkō miāl rahā hai .
27You must become such a murli player that you can liberate anyone, no matter how bitter their personality or sanskars, and make them dance and be happy.
108Tō samānē key|kī śhakti key|kī viśhēṣhtā sē bāpdādā key|kī śhaktiyō̃ kō samānā yah bhī viśhēṣh part kahō vā guṇ kahō . 109Tō sabhī sēvādhāriyō̃ mē yah bhī sēvā kā part bajānē vālī nirvighna rahī . 110Iskē liē mubārak hō , aur padmāpadma thanks . 111Double vidēśhiyō̃ kō bhī double thanks .
28Now we shall look for this result and see who have become worthy murli players.
112Kyōṅki double vidēśhiyō̃ nē madhuban key|kī śhōbhā kitnī achchhī kar dī . 113Brāhmaṇ parivār K|kē śhrr̥iṅgār double vidēśhī hō . 114Brāhmaṇ parivār mē̃ dēśh vālō̃ kē sāth vidēśhī bhī haĩ . 115Tō purūṣhārth key|kī bhī mubārak aur parivār kā śhrr̥iṅgār bannē key|kī bhī mubārak .
29You have love for the murli and the one who plays the murli.
116Madhuban aur parivār kā śhrr̥iṅgār bannē key|kī bhī mubārak . 117Madhuban parivār key|kī viśhēṣh saugāt hō .
30But the proof of love is when the child fulfils the hopes.The sign of love is to reveal it by doing it.
118Isliē double vidēśhiyō̃ kō double mubārak dē rahē haĩ . 119Chāhē kahā̃ bhī haĩ .
31You are such master murli players are you not?
120Sāmnē tō thōṛē hai lēkin chārō̃ ōr K|kē bhāratvāsī bachchō̃ kō aur double vidēśhī bachchō̃ kō baṛī dil sē mubārak dē rahē haĩ . 121Har ēk nē bahut achchhā part bajāyā . 122Ab sirph ēk bāt rahī hai - samān aur sampūrṇtā key|kī . 123Dādiyā̃ bhī achchhī mēhnat kartī .
32You must become this.
124Bāpdādā , dōnō̃ kā part sākār mē̃ bajā rahī̃ haĩ . 125Isliē bāpdādā dil sē snēh kē sāth mubārak dētē haĩ . 126Sabnē bahut achchhā part bajāyā . 127All-round sab sēvādhārī chāhē chhōṭī-sī sādhāraṇ sēvā hai lēkin vah bhī mahān hai .
33If not now then when?
128Har ēk nē apnā bhī jamā kiyā aur puṇya bhī kiyā . 129Sabhī dēśh-vidēśh K|kē bachchō̃ K|kē pahuñchnē key|kī bhī viśhēṣhtā , mubārak yōgya hai . 130Sab mahārathiyō̃ nē milkar sēvā kā śhrēṣhṭh saṅkalp practical mē̃ lāyā aur lātē hī rahē̃gē . 131Sēvā mē̃ jō nimitt hai unhō̃ kō bhī taklīph nahī dēnī chāhiē .
34If not you then who?
132Apnē albēlēpan sē kiskō mēhnat nahī̃ karānī chāhiē . 133Apnī vastuō̃ kō sambhālnā yah bhī knowledge hai . 134Yād hai nā brahmā bāp kyā kahtē thē ?
35The lines of drama have already been drawn - you are simply drawing over that which has been drawn numerous times.
135Rūmāl khōyā tō kabhī khud kō bhī khō dēgā . 136Her|har karma mē̃ śhrēṣhṭh aur saphal rahnā iskō kahtē - knowledgeful . 137Śharīr key|kī bhī knowledge , ātmā key|kī bhī knowledge . 138Dōnō̃ knowledge her|har karma mē̃ chāhiē , śharīr K|kē bimārī key|kī bhī knowledge chāhiē .
36You are not even drawing new lines.
139Mērā śharīr kis vidhi sē ṭhīk chal saktā hai ? 140Aisē nahī̃ - ātmā tō śhaktiśhālī hai , śharīr kaisā bhī hai . 141Śharīr ṭhīk nahī̃ hōgā tō yōg bhī nahī̃ lagēgā . 142Phir śharīr apnī taraph khīñchtā hai .
37This is unbreakable faith.
143Isliē knowledgeful mē̃ yah sab knowledge ā jātī hai . 144Achchhā - 145Kuchh kumāriyō̃ kā samarpaṇ samārōh bāpdādā K|kē sāmnē huā - bāpdādā sabhī viśhēṣh ātmāō̃ kō bahut sundar sajāyē dēkh rahē haĩ . 146Divya guṇō̃ kā śhrr̥iṅgār kitnā baṛhiyā , sabhī kō śhōbhnik banā rahā hai .
38This is determination.
147Light kā tāj kitnā sundar chamak rahā hai . 148Bāpdādā avināśhī śhrr̥iṅgārī huī sūratō̃ kō dēkh rahē̃ haĩ . 149Bāpdādā kō bachchō̃ kā yah umaṅg-utsāh kā saṅkalp dēkh khuśhī hōtī hai . 150Bāpdādā nē sabhī kō sadā kē liē pasand kar liyā .
39Such a person is the image of tapasya.
151Āpnē bhī pakkā pasand kar liyā hai nā ! 152Dr̥iṛh saṅkalp kā hathiyālā bandh gayā .
40To have determination in every thought is tapasya.
153Bāpdādā kē pās harēk K|kē dil K|kē snēh kā saṅkalp sabsē jaldī pahuñchtā hai . 154Abhī saṅkalp mē̃ bhī yah śhrēṣhṭh bandhan ḍhīlā nahī̃ hōgā . 155Itnā pakkā bāndhā hai nā ! 156Kitnē janmō̃ kā vāydā kiyā ?
41Achcha.
157Yah brahmā bāp kē sāth sadā sambandh mē̃ ānē kā pakkā vāydā hai aur guarantee hai ki sadā bhinn nām , rūp , sambandh mē̃ 21 janm tak tō sāth rahē̃gē hī . 158Tō kitnī khuśhī hai , hisāb kar saktī hō ? 159Iskā hisāb nikālnē vālā kōī nahī̃ nikalā hai . 160Abhī aisē hī sadā sajē sajāyē rahnā , sadā tājdhārī rahnā aur sadā khuśhī mē̃ hãsatē-gātē rūhānī mauj mē̃ rahnā .
42BapDada is the highest host and the golden guest.
161Āj sabhī nē dr̥iṛh saṅkalp kiyā nā - ki kadam-kadam par rakhnē vālē banē̃gē . 162Vah tō sthūl pāṅw kē ūpar pāṅw rakhtī hai lēkin āp sabhī saṅkalp rūpī kadam par kadam rakhnē vālē ! 163Jō bāp kā saṅkalp vah bachchō̃ kā saṅkalp - aisā saṅkalp kiyā ? 164Ēk kadam bhī bāp K|kē kadam K|kē sivāē yahā̃ vahā̃ kā na hō .
43They meet you as host and come as guest.
165Her|har saṅkalp samarth karnā arthāt bāp K|kē samān kadam kē pīchhē kadam rakhnā . 166Achchhā ! 167Vidēśhī bhāī-bahanō̃ sē - jaisē vimān mē̃ uṛtē-uṛtē āyē aisē buddhi rūpī vimān bhī itnā hī fast uṛtā rahtā hai nā ? 168Kyōṅki vah vimān circumstance K|kē kāraṇ nahī̃ bhī milē lēkin buddhi rūpī vimān sadā sāth hai aur sadā śhaktiśhālī hai tō second mē̃ jahā̃ chāhē̃ vahā̃ pahuch jāē̃ .
44How fortunate are the ones in whose home God comes as guest!
169Tō is vimān K|kē mālik hō nā . 170Sadā yah buddhi kā vimān ever ready hō arthāt sadā buddhi key|kī line clear hō . 171Buddhi sadā hī bāp kē sāth śhaktiśhālī hō tō jab chāhē̃gē tab second mē̃ pahũch jāyēṅgē . 172Jiskā buddhi kā vimān pahuñchtā hai uskā vah bhī vimān chaltā hai .
45Congratulations to all those who have served through the entire season.
173Buddhi kā vimān ṭhīk nahī̃ tō vah vimān bhī nahī̃ chaltā . 174Achchhā ! 175Party sē
46Congratulations to the chariot, as well - it is no small thing to be playing this role.
1761 . sadā apnē kō rājyōgī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ anubhav kartē hō ? 177Rājyōgī arthāt sarv-karm-indriyō̃ K|kē rājā .
47This is a special role in which all the power that has been entering for so long has to be imbibed.
178Rājā ban karm-indriyō̃ kō chalānē vālē , na ki karm-indriyō̃ K|kē vaśh chalnē vālē . 179Jō karm-indriyō̃ K|kē vaśh chalnē vālē haĩ unkō prajāyōgī kahē̃gē , rājyōgī nahī̃ . 180Jab gyān mil gayā ki yah karm-indriyā̃ mērē karmchārī haĩ , maĩ mālik hū̃ , tō mālik kabhī sēvādhāriyō̃ K|kē vaśh nahī̃ hō saktā . 181Kitnā bhī kōī prayatna karē lēkin rājyōgī ātmāyē̃ sadā śhrēṣhṭh rahē̃gī .
48The fruit of this power to merge is being received by all of you.
182Sadā rājya karnē K|kē saṅskār abhī rājyōgī jīvan mē̃ bharnē haĩ . 183Kuchh bhī hō jāē - yah title apnā sadā yād rakhnā ki - maĩ rājyōgī hū̃ . 184Sarvśhaktivān kā bal hai , bharōsā hai tō saphaltā adhikār rūp mē̃ mil jātā hai . 185Adhikār sahaj prāpt hōtā hai , muśhkil nahī̃ hōtā .
49Double thanks to the double foreigners, the decoration of the Brahmin family.
186Sarv śhaktiyō̃ K|kē ādhār sē her|har kārya saphal huā hī paṛā hai . 187Sadā phakhur rahē ki maĩ diltakhtanaśhīn ātmā hū̃ . 188Yah phakhur anēk phikarō̃ sē pār kar dētā hai .
50Congratulations to all the Bharatwassi children and the double foreign children everywhere, the deepest heart-felt congratulations.
189Phakhur nahī̃ tō phikar hī phikar hai . 190Tō sadā phakhur mē̃ rah vardānī ban vardān bāṇṭtē chalō . 191Svayã sampann ban aurō̃ kō sampann banānā hai . 192Aurō̃ kō banānā arthāt svarg K|kē seat kā certificate dētē hō .
51Each one has played a very good part.
193Kāgaj kā certificate nahī̃ , adhikār kā ! 1942 . her|har kadam mē̃ padmō̃ key|kī kamāī jamā karnē vālē , akhuṭ khazānē K|kē mālik ban gayē . 195Aisē khuśhī kā anubhav kartē hō !
52All the maharathis have come together with an elevated thought for service, and have brought it into practice, and will continue to do so.
196Kyōṅki ājkal kī duniyā hai hī - dhōkhēbāj . 197Dhōkhēbāj duniyā sē kinārā kar liyā .
53Those who are instrumental for service should not be presented with problems.
198Dhōkhē vālī duniyā sē lagāv tō nahī̃ ! 199Sēvā arth|earth connection dusarī bāt hai lēkin man kā lagāv nahī̃ hōnā chāhiē . 200Tō sadā apnē kō tuchchh nahī̃ , sādhāraṇ nahī̃ lēkin śhrēṣhṭh ātmā haĩ , sadā bāp K|kē pyārē haĩ , is naśhē mē̃ rahō . 201Jaisā bāp vaisē bachchā - kadam par kadam rakhtē arthāt follow kartē chalō tō bāp samān ban jāyēṅgē .
54Another should not be made to work harder because of your own carelessness.
202Samān bannā arthāt sampann bannā . 203Brāhmaṇ jīvan kā yahī tō kārya hai . 2043 . sadā apnē kō bāp K|kē rūhānī bagīchē K|kē rūhānī gulāb samajhtē hō ! 205Sabsē khuśhbū vālā puṣhp gulāb hōtā hai .
55The knowledgeable ones will look after their own things - you remember what Brahma Baba used to say: “if you lose your handkerchief, you will also lose yourself one day”.
206Gulāb kā jal kitnē kāryō̃ mē̃ lagātē haĩ , raṅg-rūp mē̃ bhī gulāb sarv priya hai . 207Tō āp sabhī rūhānī gulāb hō . 208Āpkī rūhānī khuśhbū aurō̃ kō bhī svataḥ hī ākarṣhaṇ kartī hai . 209Kahā̃ bhī kōī khuśhbū key|kī chīz hōtī hai tō sabkā attention svataḥ hī jātā hai tō āp rūhānī gulābō̃ key|kī khuśhbū viśhva kō ākarṣhit karnē vālī hai , kyōṅki viśhva kō is rūhānī khuśhbū key|kī āvaśhyaktā hai .
56The one full of knowledge will be elevated and successful in each action.
210Isliē sadā smr̥iti mē̃ rahē ki - maĩ avināśhī bagīchē kā avināśhī gulāb hū̃ . 211 kabhī murjhānē vālā nahī̃ . 212Sadā khilā huā .
57Both knowledge of the body and knowledge of the soul are required for every action.
213Aisē khilē huē rūhānī gulāb sadā sēvā mē̃ svataḥ hī nimitt ban jātē haĩ . 214Yād kī , śhaktiyō̃ key|kī , guṇō̃ key|kī yah sab khuśhbū sabkō dētē rahō . 215Svayã bāp nē ākar āp phūlō̃ kō taiyār kiyā hai tō kitnē sikīladhē hō ! 2164 . sadā apnē kō double light anubhav kartē hō ?
58You need knowledge for bodily health - to keep the body functioning properly.
217Jō double light rahtā hai vah sadā uṛtī kalā kā anubhav kartā hai . 218Kyōṅki jō halkā hōtā hai vah sadā ū̃chā uṛtā hai , bōjh vālā nīchē jātā hai . 219Tō double light ātmāyē̃ arthāt sarv bōjh sē nyārē ban gayē . 220Bāp kā bannē sē 63 janmō̃ kā bōjh samāpt hō gayā .
59It should not be that the the soul is powerful and the body is neglected.
221Sirph apnē purānē saṅkalp vā vyarth saṅkalp kā bōjh na hō . 222Kyōṅki kōī bhī bōjh hōgā tō ūñchī sthiti mē̃ uṛnē nahī̃ dēgā . 223Tō double light arthāt ātmik svarūp mē̃ sthit hōnē sē halkā-pan svataḥ hō jātā hai . 224Aisē double light kō hī phariśhtā kahā jātā hai .
60If the body is not well then there cannot be yoga because the body will draw attention to itself.
225Phariśhtā kabhī kisī bhī bandhan mē̃ nahī̃ bandhtā . 226Tō kōī bhī bãdhan tō nahī̃ hai ! 227Man kā bhī bandhan nahī̃ . 228Jab bāp sē sarvśhaktiyā̃ mil gaī tō sarv śhaktiyō̃ sē nirbandhan bannā sahaj hai .
61So all knowledge must be included.
229Phariśhtā kabhī bhī is purānī duniyā K|kē , purānī dēh K|kē ākarṣhaṇ mē̃ nahī̃ ātā . 230Kyōṅki hai hī double light . 231Tō sadā ūñchī sthiti mē̃ rahnē vālē . 232Uṛtī kalā mē̃ jānē vālē phariśhtē haĩ , yahī smr̥iti apnē liē vardān samajh , samarth bantē rahnā .
62Achcha.
233Achchhā ōmśhānti
63* * * O M S H A N T I* * *