बुधवार 18 मार्च 1987 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 118-03-87 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 18-03-87 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Sachchē rūhānī āśhik key|kī niśhāniyā̃
1Signs of a true spiritual lover.
3Sadā prāptiyō̃ sē sampann banānē vālē bāpdādā apnē avināśhī āśhikō̃ prati bōlē
2Today, the spiritual Beloved has come to meet you souls, His spiritual lovers.
4Āj rūhānī māśhūk apnē rūhānī āśhik ātmāō̃ sē milnē kē liē āyē haĩ . 5Sārē kalp mē̃ is samay hī rūhānī māśhūk aur āśhikō̃ kā milan hōtā hai .
3It is only at this time in the whole cycle that the meeting of the spiritual Beloved and the spiritual lovers takes place.
6Bāpdādā apnē har ēk āśhik ātmā kō dēkh harṣhit hōtē haĩ - kaisē rūhānī ākarṣhaṇ sē ākarṣhit hō apnē sachchē māśhūk kō jān liyā , pā liyā hai !
4BapDada is pleased to see each and every soul who is His lover who has been attracted by the spiritual attraction and has recognised their true Beloved and attained Him.
7Khōyē huē āśhik kō dēkh māśhūk bhī khuśh hōtē haĩ ki phir sē apnē yathārth ṭhikānē par pahũch gayē .
5Seeing you lovers who were lost, the Beloved is also happy that you have once again reached your right destination.
8Aisā sarv prāpti karānē vālā māśhūk aur kōī mil nahī̃ saktā .
6You cannot find any other beloved who could enable you to have all attainments.
9Rūhānī māśhūk sadā apnē āśhikō̃ sē milnē kē liē kahā̃ ātē haĩ ?
7Where does the spiritual Beloved come to meet His spiritual lovers?
10Jaisā śhrēṣhṭh māśhūk aur āśhik haĩ , aisē hī śhrēṣhṭh sthān par milnē kē liē ātē haĩ .
8Just as you lovers and the Beloved are elevated, so too, He comes to meet you at an elevated place.
11Yah kaun-sā sthān hai jahā̃ milan manā rahē hō ?
9What is this place where you are celebrating a meeting?
12Isī sthān kō jō bhī kahō , sarv nām is sthān kō dē saktē haĩ .
10You can call this place by whatever name you want.
13Vaisē milnē K|kē sthān jō atipriy lagtē haĩ , vah kaun-sē hōtē haĩ ?
11Generally, what are the best meeting places that are loved by all?
14Yā phūlō̃ K|kē bagīchē mē̃ milan hōtā hai vā sāgar K|kē kinārē par milnā hōtā hai jiskō āp lōg bīch ( samudra kā kinārā ) kahtē hō .
12A meeting takes place either in a flower garden or on the shores of an ocean, which you call the beach. 13So, where are you now sitting?
15Tō ab kahā̃ baiṭhē hō ? 16Gyān sāgar K|kē kinārē rūhānī milan K|kē sthān par baiṭhē hō .
14You are sitting on the shores of the Ocean of knowledge, at a spiritual meeting place.
17Rūhānī vā godly garden ( allāh kā bagīchā ) hai .
15It is a spiritual and Godly garden.
18Aur tō anēk prakār K|kē bagīchē dēkhē haĩ lēkin aisā bagīchā jahā̃ harēk ēk dō sē jyādā khilē huē fool|phūl haĩ , ēk-ēk śhrēṣhṭh sundartā sē apnī khuśhbū dē rahē haĩ - aisā bagīchā hai .
16You have seen all the many other types of garden, but this is a garden where every flower is in more bloom than the others and each one is giving its fragrance with great beauty.
19Isī bīch par bāpdādā vā māśhūk milnē ātē haĩ .
17It is on this beach that BapDada, the Beloved, comes to meet His lovers.
20Vah anēk bīch dēkhī̃ , lēkin aisī bīch kab dēkhī jahā̃ gyān sāgar key|kī snēh key|kī laharē̃ , śhakti key|kī laharē̃ , bhinn-bhinn laharē̃ laharāē sadā kē liē refresh kar dētī haĩ ?
18You have seen those many beaches, but have you ever seen a beach where the different waves of love, power and many other different waves of the Ocean of Knowledge constantly refresh you?
21Yah sthān pasand hai nā ?
19You like this place, do you not?
22Svachchhatā bhī hai aur ramaṇīktā bhī hai .
20There is cleanliness and also enjoyment.
23Sundartā bhī hai .
21There is also beauty.
24Itnī hī prāptiyā̃ bhī haĩ .
22There are also just as many attainments.
25Aisā manōrañjan kā viśhēṣh sthān āp āśhikō̃ kē liē māśhūk nē banāyā hai jahā̃ ānē sē muhabbat key|kī lakīr K|kē andar pahũchtē hī anēk prakār key|kī mēhnat sē chhūṭ jātē .
23The Beloved has created such a special place for the entertainment of you lovers that as soon as you arrive here within the line (boundary) of love, you are liberated from many types of effort.
26Sabsē baṛī mēhnat - natural yād kī , vah sahaj anubhav kartē hō .
24You experience the greatest effort of natural remembrance to be very easy.
27Aur kaun-sī mēhnat sē chhūṭtē hō ?
25What other efforts are you liberated from?
28Laukik job ( naukrī ) sē bhī chhūṭ jātē hō .
26You are liberated from your lokik jobs.
29Bhōjan banānē sē bhī chhūṭ jātē hō .
27You are also liberated from cooking.
30Sab banā banāyā miltā hai nā .
28You receive everything ready made, do you not?
31Yād bhī svataḥ anubhav hōtī .
29You also experience remembrance to be natural.
32Gyān ratnō̃ key|kī jhōlī bhī bhartī rahtī .
30Your aprons also continue to become full with the jewels of knowledge.
33Aisē sthān par jahā̃ mēhnat sē chhūṭ jātē hō aur muhabbat mē̃ līn hō jātē hō .
31You come to such a place where you are liberated from effort and become absorbed in love.
34Vaisē bhī snēh key|kī niśhānī viśhēṣh yahī gāī jātī ki dō , dō na rahē̃ lēkin dō milkar ēk hō jāē̃ .
32Generally, the special sign of love is that two no longer remain two, but the two become merged and become one.
35Iskō hī samā jānā kahtē haĩ .
33This is called merging.
36Bhaktō̃ nē isī snēh key|kī sthiti kō samā jānā vā līn hōnā kah diyā hai .
34Devotees have taken this stage of becoming absorbed in love as becoming merged or united.
37Vō lōg līn hōnē kā arth|earth nahī̃ samajhtē .
35Those people do not understand the meaning of being lost in love.
38Lav|love mē̃ līn hōnā - yah sthiti hai lēkin sthiti kē badlē unhōnnē ātmā K|kē astitva kō sadā kē liē samāpt karnā samajh liyā hai .
36There is the stage of becoming merged in love, but they have taken that to mean that the identity of the soul is finished for all time.
39Samā jānā arthāt samān ban jānā .
37To become merged means to become equal.
40Jab bāp K|kē vā rūhānī māśhūk K|kē milan mē̃ magna hō jātē hō tō bāp samān bannē athavā samā jānē arthāt samān bannē kā anubhav kartē hō .
38When you become lost in love while meeting the Father or the spiritual Beloved you experience becoming equal to the Father, that is, of being merged with Him.
41Isī sthiti kō bhaktō̃ nē samā jānā kahā hai .
39Devotees have referred to this stage as becoming merged.
42Līn bhī hōtē hō , samā bhī jātē hō .
40You become absorbed and you become merged.
43Lēkin yah milan K|kē muhabbat K|kē sthiti key|kī anubhūti hai . 44Samjhā ?
41However, this is the experience of the stage of being lost in love whilst meeting Him.
45Isliē bāpdādā apnē āśhikō̃ kō dēkh rahē haĩ .
42Do you understand? 43Therefore, BapDada is seeing His lovers.
46Sachchē āśhik arthāt sadā āśhik , natural ( svataḥ ) āśhik .
44A true lover means one who is a constant lover, a natural lover.
47Sachchē āśhik key|kī viśhēṣhatāyē̃ jāntē bhī hō .
45You also know the specialities of those who are true lovers.
48Phir bhī uskī mukhya niśhāniyā̃ haĩ - ēk māśhūk dvārā sarv sambandhō̃ key|kī samay pramāṇ anubhūti karnā . 49Māśhūk ēk hai lēkin ēk kē sāth sarv sambandh haĩ . 50Jō sambandh chāhē̃ aur jis samay jis sambandh key|kī āvaśhyaktā hai , us samay us sambandh K|kē rūp sē prīti key|kī rīti dvārā anubhav kar saktē hō . 51Tō pahlī niśhānī hai - sarv sambandhō̃ key|kī anubhūti .
46Nevertheless, their main signs are:
52 sarv ' śhabda kō underline karnā . 53Sirph sambandh nahī̃ .
47First sign: To experience all relationships with the one Beloved according to the time.
54Kaī aisē naṭkhaṭ āśhik bhī haĩ jō samajhtē haĩ sambandh tō juṭ gayā hai .
48The Beloved is just one, but you have all relationships with the One.
55Lēkin sarv sambandh juṭē haĩ ? 56Aur dūsrī bāt - samay par sambandh key|kī anubhūti hōtī hai ? 57Knowledge K|kē ādhār par sambandh hai vā dil key|kī anubhūti sē sambandh hai ?
49Whatever relationship you want and whatever relationship you need at any particular time, you can experience that relationship by fulfilling the responsibility of love. 50So, the first sign is the experience of all relationships.
58Bāpdādā sachchī dil par rājī hai .
51Underline the word "all", not just a relationship.
59Sirph tīvr dimāg vālō̃ par rājī nahī̃ , lēkin dilārām dil par rājī hai .
52There are also some mischievous lovers who believe that they have forged a relationship.
60Isliē , dil kā anubhav dil jānē , dilārām jānē .
53However, have all relationships been forged?
61Samānē kā sthān dil kahā jātā hai , dimāg nahī̃ .
54Secondly, are you able to experience that relationship at a time of need?
62Knowledge kō samānē kā sthān dimāg hai , lēkin māśhūk kō samānē kā sthān dil hai . 63Māśhūk āśhikō̃ key|kī bātē̃ hī sunāyēṅgē nā .
55Is your relationship on the basis of knowledge or on the basis of the experience in your heart?
64Kōī-kōī āśhik dimāg jyādā chalātē lēkin dil sē dimāg key|kī mēhnat ādhī hō jātī hai . 65Jō dil sē sēvā kartē vā yād kartē , unhō̃ key|kī mēhnat cum|kam aur santuṣhṭatā jyādā hōtī aur jō dil K|kē snēh sē nahī̃ yād kartē , sirph knowledge K|kē ādhār par dimāg sē yād kartē vā sēvā kartē , unhō̃ kō mēhnat jyādā karnī paṛtī , santuṣhṭatā cum|kam hōtī . 66Chāhē saphaltā bhī hō jāē , tō bhī dil key|kī santuṣhṭatā kam hōgī . 67Yahī sōchtē rahē̃gē - huā tō achchhā , lēkin phir , phir bhī … kartē rahē̃gē aur dil vālē sadā santuṣhṭatā K|kē gīt gātē rahē̃gē .
56BapDada is pleased with an honest heart.
68Dil key|kī santuṣhṭatā K|kē gīt , mukh key|kī santuṣhṭatā K|kē gīt nahī̃ . 69Sachchē āśhik dil sē sarv sambandhō̃ key|kī samay pramāṇ anubhūti kartē haĩ .
57He is not pleased with those who just have a sharp intellect, but the Comforter of Hearts is pleased with their heart.
70Dūsrī niśhānī - sachchē āśhik her|har paristhiti mē̃ , her|har karma mē̃ sadā prāpti key|kī khuśhī mē̃ hōṅgē .
58This is why only the heart and the Comforter of Hearts know the experience of the heart.
71Ēk hai anubhūti , dūsrī hai ussē prāpti .
59The heart, not the head, is the place of merging.
72Kaī anubhūti bhī kartē haĩ ki hā̃ , mērā bāp bhī hai , sājan bhī hai . 73Bachchā bhī hai lēkin prāpti jitnī chāhtē utnī nahī̃ hōtī hai . 74Bāp hai , lēkin varsē K|kē prāpti key|kī khuśhī nahī̃ rahtī .
60The head is the place to merge knowledge, but the heart, not the head, is the place to merge your Beloved. 61The place to merge knowledge is the head, but the place to merge the Beloved is the heart.
75Anubhūti kē sāth sarv sambandhō̃ dvārā prāpti kā bhī anubhav hō .
62The Beloved would only tell you things about His lovers, would He not?
76Jaisē - bāp K|kē sambandh dvārā sadā varsē K|kē prāpti key|kī mahsūstā hō , bharpūrtā hō .
63Some lovers use their head a lot, but when working with the heart that labour of the head is halved.
77Satgurū dvārā sadā vardānō̃ sē sampann sthiti kā vā sadā sampann svarūp kā anubhav hō . 78Tō prāpti kā anubhav bhī āvaśhyak hai . 79Vah hai sambandhō̃ kā anubhav , yah hai prāptiyō̃ kā anubhav . 80Kaiyō̃ kō sarv prāptiyō̃ kā anubhav nahī̃ hōtā .
64Those who do service and have remembrance in their heart labour less and have greater contentment than those who do not have remembrance with love in their heart and who simply remember and do service with their head on the basis of knowledge; they have to labour more and are less content.
81Master sarvśhaktivān hai lēkin samay par śhaktiyō̃ key|kī prāpti nahī̃ hōtī .
65Even if there is success, the contentment in their heart would be less.
82Prāpti key|kī anubhūti nahī̃ tō prāpti mē̃ bhī kamī hai . 83Tō anubhūti kē sāth prāpti svarūp bhī banē̃ - yah hai sachchē āśhik key|kī niśhānī .
66They would continue to think, "whatever happened was good, but nevertheless... nevertheless....", whereas those who work from their heart constantly sing songs of contentment.
84Tīsrī niśhānī - jis āśhik kō anubhūti hai , prāpti bhī hai vah sadā tr̥ipt rahē̃gē , kisī bhī bāt mē̃ aprāpta ātmā nahī̃ lagēgī .
67They sing songs of contentment from their heart, not just songs of contentment in words. 68True lovers experience all relationships with their heart according to the time.
85Tō , tr̥ipti ' - yah āśhik key|kī viśhēṣhtā hai . 86Jahā̃ prāpti hai , vahā̃ tr̥ipti jarūr hai .
69Second sign: A true lover would always have the happiness of attainment in every situation and in every action.
87Agar tr̥ipt nahī̃ tō avaśhya prāpti mē̃ kamī hai aur prāpti nahī̃ tō sarv sambandhō̃ key|kī anubhūti mē̃ kamī hai . 88Tō tīn niśhāniyā̃ haĩ - anubhūti , prāpti aur tr̥ipti . 89Sadā tr̥ipt ātmā . 90Jaisā bhī samay hō , jaisā bhī vāyumaṇḍal hō , jaisē bhī sēvā K|kē sādhan hō̃ , jaisē bhī sēvā K|kē saṅgaṭhan K|kē sāthī hō̃ lēkin her|har hall|hāl mē̃ , her|har chāl mē̃ tr̥ipt hō̃ .
70One is the experience and the other is the attainment from that.
91Aisē sachchē āśhik hō nā ? 92Tr̥ipt ātmā mē̃ kōī had key|kī ichchhā nahī̃ hōgī . 93Vaisē dēkhō tō tr̥ipt ātmā bahut minority ( thōṛī ) rahtī hai .
71Some have the experience: "Yes, He is my Father and also my Bridegroom and Child, but I am not able to have as much attainment as I want."
94Kōī-na-kōī bāt mē̃ chāhē mān key|kī , chāhē śhān key|kī bhūkh hōtī hai .
72He is the Father, but there isn't the happiness of attainment of the inheritance.
95Bhūkh vālā kabhī tr̥ipt nahī̃ hōtā . 96Jiskā sadā pēṭ bharā huā hōtā , vah tr̥ipt hōtā hai .
73Together with that experience, there should also be the experience of the attainment through all relationships.
97Tō jaisē śharīr K|kē bhōjan key|kī bhūkh hai , vaisē man key|kī bhūkh hai - śhān , mān , salvation , sādhan . 98Yah man key|kī bhūkh hai .
74For instance, in the relationship of the Father, there should always be the experience of the attainment of the inheritance; there should be the feeling of fullness.
99Tō jaisē śharīr key|kī tr̥ipti vālē sadā santuṣhṭ hōṅgē , vaisē man key|kī tr̥ipti vālē sadā santuṣhṭ hōṅgē . 100Santuṣhṭatā tr̥ipti key|kī niśhānī hai .
75Through the Satguru, there should constantly be the experience of a complete and perfect stage and a perfect form through blessings.
101Agar tr̥ipt ātmā nahī̃ hōṅgē , chāhē śharīr key|kī bhūkh , chāhē man key|kī bhūkh hōgī tō jitnā bhī milēgā , milēgā bhī jyādā lēkin tr̥ipt ātmā na hōnē kāraṇ sadā hī atr̥pta rahē̃gē . 102Asantuṣhṭatā rahtī hai . 103Jō royal hōtē haĩ , vah thōṛē mē̃ tr̥ipt hōtē haĩ . 104Royal ātmāō̃ key|kī niśhānī - sadā hī bharpūr hōṅgē , ēk rōṭī mē̃ bhī tr̥ipt tō 36 prakār K|kē bhōjan mē̃ bhī tr̥ipt hōṅgē .
76So the experience of attainment is also essential.
105Aur jō atr̥pta hōṅgē , vah 36 prakār K|kē bhōjan miltē bhī tr̥ipt nahī̃ hōṅgē kyōṅki man key|kī bhūkh hai .
77That is the experience of relationships and this is the experience of attainments. 78Some don't experience all attainments.
106Sachchē āśhik key|kī niśhānī - sadā tr̥ipt ātmā hōṅgē . 107Tō tīnō̃ hī niśānīyā̃ check karō .
79You are master almighty authorities, but there isn't the attainment of powers at the right time.
108Sadaiv yah sōchō - ham kiskē āśhik haĩ ! 109Jō sadā sampann hai , aisē māśhūk K|kē āśhik haĩ !
80If there isn't the experience of attainment, then there is also a lack in the attainment.
110' tō santuṣhṭatā kabhī nahī̃ chhōṛō . 111Sēvā chhōṛ dō lēkin santuṣhṭatā nahī̃ chhōṛō .
81So, together with experience, also become an embodiment of attainment: this is a sign of a true lover.
112Jō sēvā asantuṣhṭ banāvē vō sēvā , sēvā nahī̃ . 113Sēvā kā arth|earth hī hai - mēvā dēnē vālī sēvā . 114Tō sachchē āśhik sarv had key|kī chāhnā sē parē , sadā hī sampann aur samān hōṅgē .
82Third sign: The lovers who have the experience and also the attainment through that relationship are always satisfied; they never feel themselves to be souls who are lacking in any situation.
115Āj āśhikō̃ key|kī kahāniyā̃ sunā rahē haĩ .
83So satisfaction is the speciality of these lovers.
116Nāz , nakhrē bhī bahut kartē haĩ . 117Māśhūk bhī dēkh-dēkh muskarātē rahtē .
84Where there is attainment, there is definitely satisfaction.
118Nāz , nakhrē bhal karō lēkin māśhūk kō māśhūk samajh uskē sāmnē karō , dūsrē K|kē sāmnē nahī̃ . 119Bhinn-bhinn had K|kē svabhāv , saṅskār K|kē nakhrē aur nāz kartē haĩ .
85If you are not satisfied, then there is definitely something lacking in your attainment; and where there is no attainment there is also something missing in the experience of all relationships.
120Jahā̃ mērā svabhāv , mērē saṅskār śhabda ātā hai , vahā̃ bhī nāz , nakhrē śhurū hō jātē haĩ .
86So, the three signs are: experience, attainment and satisfaction, a constantly satisfied soul.
121Bāp kā svabhāv sō mērā svabhāv hō . 122Mērā svabhāv bāp K|kē svabhāv sē bhinn hō nahī̃ saktā . 123Vah māyā kā svabhāv hai , parāyā svabhāv hai .
87Whatever the time, atmosphere, facilities of service, companions in the gathering of service, in every situation and in every activity, always remain satisfied.
124Uskō mērā kaisē kahē̃gē ?
88You are such true lovers, are you not?
125Māyā parāī hai , apnī nahī̃ hai . 126Bāp apnā hai .
89A satisfied soul will never have any limited desires.
127Mērā svabhāv arthāt bāp kā svabhāv .
90If you look, there is a minority of satisfied souls.
128Māyā K|kē svabhāv kō mērā kahnā bhī wrong hai .
91In one situation or another there is hunger for respect or fame.
129 mērā ' śhabda hī phērē mē̃ lātā hai arthāt chakra mē̃ lātā hai .
92Someone who is hungry can never be satisfied.
130Āśhik , māśhūk kē āgē aisē nāz-nakhrē bhī dikhātē haĩ .
93Those whose stomach is always full remain satisfied.
131Jō bāp kā sō mērā . 132Her|har bāt mē̃ bhakti mē̃ bhī yahī kahtē haĩ - jō tērā sō mērā , aur mērā kuchh nahī̃ .
94So just as the body is hungry for food, similarly, the mind is hungry for name, fame, salvation and facilities.
133Lēkin jō tērā sō mērā .
95This is hunger of the mind.
134Jō bāp kā saṅkalp , vah mērā saṅkalp . 135Sēvā K|kē part bajānē K|kē bāp K|kē sanskār-svabhāv , vah mērē . 136Tō issē kyā hōgā ? 137Had kā mērā , tērā hō jāyēgā .
96So just as those who are physically satisfied will always be content, in the same way, those who are satisfied in the mind will always remain content.
138Tērā sō mērā , alag mērā nahī̃ hai .
97Contentment is a sign of satisfaction.
139Jō bhī bāp sē bhinn haĩ , vah mērā hai hī nahī̃ , vah māyā kā phērā hai . 140Isliē is had K|kē nāz-nakhrē sē nikal rūhānī nāz - maĩ tērī aur tū mērā , bhinn-bhinn sambandh key|kī anubhūti K|kē rūhānī nakhrē bhal karō . 141Parantu yah nahī̃ karō . 142Sambandh nibhānē mē̃ bhī rūhānī nakhrē kar saktē hō .
98If a soul is not satisfied but is hungry physically or in the mind, then no matter how much he receives, even though he receives a great deal, because of not being satisfied, he would always remain dissatisfied; there would be discontentment.
143Muhabbat key|kī prīt K|kē nakhrē achchhē hōtē haĩ .
99Those who are royal become satisfied with just a little.
144Kab sakhā K|kē sambandh sē muhabbat K|kē nakhrē kā anubhav karō . 145Vah nakharā nahī̃ lēkin nirālā-pan hai . 146Snēh K|kē nakhrē pyārē hōtē haĩ .
100The sign of royal souls is that they will always be full, they would even be satisfied with one chapatti or with 36 varieties of food.
147Jaisē , chhōṭē bachchē bahut snēhī aur pure ( pavitra ) hōnē K|kē kāraṇ unkē nakhrē sabkō achchhē lagtē haĩ . 148Śhuddhatā aur pavitratā hōtī hai bachchō̃ mē̃ .
101However, those who are dissatisfied will not be satisfied even if you give them 36 varieties of food because their hunger is in the mind.
149Aur baṛā kōī nakharā karē tō vah burā mānā jātā .
102The sign of a true lover is that he is constantly satisfied.
150Tō bāp sē bhinn-bhinn sambandh K|kē , snēh K|kē , pavitratā K|kē nāz-nakhrē bhal karō , agar karnā hī hai tō .
103So check all three signs. 104Always think about whose lovers you are.
151 sadā hāth aur sāth ' hī sachchē āśhik māśhūk key|kī niśhānī hai .
105You are the lovers of the Beloved who is always perfect.
152Sāth aur hāth nahī̃ chhūṭē .
106So never let go of contentment.
153Sadā buddhi kā sāth hō aur bāp K|kē her|har kārya mē̃ sahyōg kā hāth hō .
107You may let go of service, but do not let go of your contentment.
154Ēk dō K|kē sahyōgī key|kī niśhānī - hāth mē̃ hāth milākē dikhātē haĩ nā .
108The service that makes you discontent is not service.
155Tō sadā bāp K|kē sahyōgī bannā - yah hai sadā hāth mē̃ hāth .
109Any service means service that gives you nourishing fruit.
156Aur sadā buddhi sē sāth rahnā . 157Man key|kī lagan , buddhi kā sāth . 158Is sthiti mē̃ rahnā arthāt sachchē āśhik aur māśhūk K|kē pōj mē̃ rahnā .
110So a true lover is one who is beyond all limited desires, one who is always full and equal. 111Today, Baba is telling you stories of the lovers.
159Samjhā ? 160Vāydā hī yah hai ki sadā sāth rahē̃gē .
112You also play many mischievous games.
161Kabhī-kabhī sāth nibhāyēṅgē - yah vāydā nahī̃ hai .
113On seeing those, the Beloved just smiles.
162Man kā lagāv kabhī māśhūk sē hō aur kabhī na hō tō vah sadā sāth tō nahī̃ huā nā . 163Isliē isī sachchē āśik-pan K|kē position mē̃ rahō .
114You may play your mischievous games, but understand the Beloved to be the Beloved and play those games in front of Him, not in front of others.
164Dr̥iṣhṭi mē̃ bhī māśhūk , vr̥itti mē̃ bhī māśhūk , sr̥iṣhṭi hī māśhūk .
115You play mischievous games of the different types of limited nature and sanskars.
165Tō yah māśhūk aur āśhikō̃ key|kī mahaphil hai . 166Bagīchā bhī hai tō sāgar kā kinārā bhī hai .
116When it comes to "my nature", "my sanskars" you begin to play those mischievous games.
167Yah wonderful aisī private bīch ( sāgar kā kinārā ) hai jō hajārō̃ K|kē bīch ( madhya ) bhī private hai .
117The Father's nature should be my nature. 118My nature cannot be different from the Father's nature.
168Har ēk anubhav kartē - mērē sāth māśhūk kā personal pyār hai .
119That is Maya's nature, a nature that belongs to someone else.
169Harēk kō personal pyār key|kī feeling prāpt hōnā - yahī wonderful māśhūk aur āśhik haĩ .
120How can you say that that is your nature? 121Maya is foreign; she doesn't belong to you.
170Hai ēk māśhūk lēkin hai sabkā .
122The Father belongs to you.
171Sabhī kā adhikār sabsē jyādā hai . 172Harēk kā adhikār hai .
123My nature means the Father's nature.
173Adhikār mē̃ number nahī̃ haĩ , adhikār prāpt karnē mē̃ number hō jātē haĩ .
124It is wrong to say Maya's nature is your nature. 125The word "my" puts you in a spin.
174Sadā yah smr̥iti rakhō ki - godly garden mē̃ hāth aur sāth dē chal rahē haĩ yā baiṭhē haĩ .
126The lovers also show such mischievous games to the Beloved: whatever is the Father's is mine.
175Rūhānī bīch par hāth aur sāth dē mauj manā rahē haĩ . 176' tō sadā hī manōrañjan mē̃ rahē̃gē , sadā khuśh rahē̃gē , sadā sampann rahē̃gē .
127In every situation, even on the path of devotion, it is said: Whatever I have is Yours; nothing is mine.
177Achchhā . 178Yah double vidēśhī bhī double lucky haĩ .
128However, it is: Whatever is Yours is mine.
179Achchhā hai jō ab tak pahũch gayē . 180Āgē chal kyā parivartan hōtā hai , vah tō drama .
129Whatever is the Father's thought is my thought.
181Lēkin double lucky hō jō samay pramāṇ pahũch gayē hō . 182Achchhā .
130In playing your part of service, the Father's nature and sanskars are yours.
183Sadā avināśhī āśhik ban rūhānī māśhūk sē prīti key|kī rīti nibhānē vālē , sadā svayã kō sarv prāptiyō̃ sē sampann anubhav karnē vālē , sadā her|har sthiti vā paristhiti mē̃ tr̥ipt rahnē vālē , sadā santuṣhṭatā K|kē khazānē sē bharpūr ban aurō̃ kō bhī bharpūr karnē vālē , aisē sadā kē sāth aur hāth milānē vālē sachchē āśhikō̃ kō rūhānī māśhūk kā dil sē yādpyār aur namastē . 184Personal mulākāt 185Party sē Australia party sē - Australia nivāsī hō yā vatan nivāsī hō ? 186Kaunsā dēśh achchhā lagtā hai ?
131What will happen through that?
187Sadā vatan-vāsī ban jaisē bāp sēvā kē liē nīchē ātē haĩ , isī rīti sē bachchē bhī vatan sē sēvā kē prati nīchē āyē haĩ - aisē anubhav kar sēvā kartē chalō tō sadā hī nyārē aur bāp samān viśhva K|kē pyārē ban jāyēṅgē . 188Ūpar sē nīchē ānā mānā avatār ban avatarit hōkar sēvā karnā . 189Aisī sēvā kartē hō ? 190Kyōṅki vartamān samay aisē avatārō̃ key|kī hī āvaśhyaktā hai .
132The limited mine will become Yours.
191Sabhī chāhtē haĩ ki avatār āyē̃ aur hamkō sāth lē jāyē̃ .
133Whatever is Yours is mine, and I don't have anything separate.
192Jō bhī prārthanā kartē haĩ , usmē̃ kyā kahtē haĩ ?
134Whatever is different from the Father's is not mine; that is the spin of Maya.
193Christ kō bhī yahī kahtē haĩ - āō aur sāth lē jāō ' tō sachchē avatār āp hō jō sāth lē jāyēṅgē muktidhām mē̃ .
135Therefore, leave those limited mischievous games and maintain the spiritual pride, "I am Yours and You are mine".
194Aisē avatār ban sadā sēvā mē̃ āgē baṛhtē rahō . 195Chaltē-phirtē āp lōgō̃ sē aisē hī sākṣhātkār hō ki avatār jā rahē haĩ , avatār bōl rahē haĩ .
136You may perform spiritually mischievous games of the experience of different relationships, but don't do that.
196Tō unhō̃ key|kī ichchhā pūrṇ hō jāyēgī aur khuśh hō jāyēṅgē .
137You can also perform spiritually mischievous games in fulfilling a relationship.
197Aisī sēvā mē̃ lagē huē hō ?
138The mischievous games of love are good.
198Kyōṅki viśhva is samay duḥkh aur aśhānti sē thakā huā anubhav kar rahī hai .
139Sometimes, experience the loving mischievous games with the relationship of the Friend.
199Tō aisī thakī huī ātmāō̃ kō sukh aur śhānti key|kī chain dilānē vālī ātmāyē̃ āp hō .
140Those are then not mischievous games, but uniqueness.
200Sadā yahī lakṣhya rakhō ki sabhī kō kuchh nā kuchh bāp K|kē khazānō̃ sē prāpti jarūr karāyē̃ . 201America , brājīl , maiksikō ādi party sē
141Loving mischievous games are lovely, just as little children's mischief is loved by all because they are lovely and pure.
202 ( 1 ) sabhī sadā ēkras sthiti mē̃ sthit rahnē vālī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ hō nā . 203Anubhavī ātmāyē̃ ban gaī nā .
142Children have cleanliness and purity, whereas when a mature person plays mischievous games, it is considered to be bad.
204Sab duniyā K|kē ras anubhav kar liyē . 205Ab is īśhvarīy ras kā anubhav kiyā , tō vah ras kyā lagtē haĩ ?
143If you must, you may play mischievous games filled with purity and love in different relationships with the Father.
206Phīkē lagtē haĩ nā . 207Jab hai hī ēk ras mīṭhā tō ēk hī taraph attention jāyēgā nā .
144The constant hand and company is the sign of the true lover and Beloved.
208Ēk taraph man lag hī jātā hai , mēhnat nahī̃ lagtī hai .
145Let the company and hand never become separated.
209Bāp kā snēh , bāp key|kī madad , bāp kā sāth , bāp dvārā sarv prāptiyā̃ sahaj banā dētī hai .
146Always have the company in the intellect and there will always be the Father's hand of cooperation in every task.
210Harēk isī anubhav sē āgē baṛh rahē hō , yah dēkh bāp bhī harṣhit hōtē haĩ .
147The sign of cooperation with one another is portrayed by one hand in another.
211Jitnā bhī dēśh mē̃ dūr sthān par hō , utnā hī dil mē̃ najdīk hō . 212Bāpdādā second mē̃ sabhī bachchō̃ kō āhvān kar emerge kar lētē haĩ , bhal vah kitnā bhī dūr hō .
148So, always to be cooperative with the Father is always to remain handinhand with the Father and always to keep Him in your intellect.
213Āpkō bhī anubhav hōtā hai nā - bāp amr̥itvēlē kaisē milan manātē haĩ !
149The love of the mind and the company of the intellect.
214Achchhā ! 215 ( 2 ) bāp kī yād sē khuśhiyō̃ K|kē jhūlō̃ mē̃ jhūlnē vālē hō nā .
150To stay in this stage means to stay in the pose of the true lover and Beloved.
216Kyōṅki is saṅgamyug mē̃ jō khuśhiyō̃ key|kī khān miltī hai , vah aur kisī yug mē̃ prāpt nahī̃ hō saktī .
151Do you understand? 152The promise you made was that you will always remain with Him.
217Is samay bāp aur bachchō̃ kā milan hai , varsā hai , vardān hai .
153You didn't promise that you would stay with Him only sometimes.
218Bāp K|kē rūp mē̃ varsā dētē , satgurū K|kē rūp mē̃ vardān dētē haĩ . 219Tō dōnō̃ anubhav haĩ nā ?
154If the attachment of the mind is sometimes with the Beloved and not at other times, then that is not constant company, is it?
220Dōnō̃ hī prāptiyā̃ sahaj anubhav karānē vālī haĩ .
155Therefore, maintain the position of true lovers.
221Varsā yā vardān - dōnō̃ mē̃ mēhnat nahī̃ . 222Isliē title hī hai - sahajyōgī ' .
156Let there be the Beloved in your vision, in your attitude and let Him be your world.
223Kyōṅki almighty authority bāp ban jāē , satgurū ban jāē … tō sahaj nahī̃ hōgā ?
157So, this is the happy gathering of the lovers and the Beloved.
224Yahī antar param-ātmā aur ātmāō̃ kā hai .
158It is a garden and also the shores of the Ocean.
225Kōī mahān ātmā bhī hō lēkin prāpti karānē kē liē kuchh-na-kuchh mēhnat jarūr dēgī . 22663 janm K|kē anubhavī hō nā .
159This is such a wonderful and private beach that you remain private in the midst of thousands (beech in Hindi= middle).
227Isliē bāpdādā bachchō̃ key|kī mēhnat dēkh nahī̃ saktē .
160Each one of you experiences having personal love for the Beloved.
228Jab bāp sē thōṛā bhī , saṅkalp mē̃ bhī kinārā kartē hō tab mēhnat kartē hō .
161For each one to have a feeling of personal love that is being a wonderful Beloved and lover.
229Usī second bāp kō sāthī banā dō tō second mē̃ muśhkil sahaj anubhav hō jāyēgā .
162He is just the one Beloved, but He belongs to all.
230Kyōṅki bāpdādā āyē hī haĩ bachchō̃ key|kī thakāvaṭ utārnē .
163Each one has a greater right than that of everyone else.
23163 janm ḍhū̃ṛhā , bhaṭakē .
164Each one has a right.
232Ab bāpdādā man key|kī bhī thakāvaṭ , tan key|kī bhī thakāvaṭ aur dhan K|kē uljhan K|kē kāraṇ bhī jō thakāvaṭ thī , vah utār rahē haĩ .
165There is no number to your right, but it becomes numberwise in claiming those rights.
233Sabhī thak gayē thē nā ! 234Bachchē jō ati pyārē hōtē haĩ , unhō̃ kē liē kahāvat hai - nayanō̃ par biṭhākar lē jātē haĩ .
166Always remain aware that you are walking or sitting in the Godly garden, handinhand and in His company.
235Tō itnē halkē banē hō jō nayanō̃ par biṭhākar bāp lē jāyē ? 236Light ( halkē ) hō nā ?
167You are celebrating with pleasure on the spiritual beach by giving Him your hand and company.
237Jab bāp bōjh uṭhānē kē liē taiyār hai tō āp bōjh kyō̃ uṭhātē hō ?
168Then you will always remain in pleasure and will always remain happy and full. 169Achcha.
238Bāp sē snēh key|kī niśhānī hai - sadā halkē ban bāp key|kī najarō̃ mē̃ samā jāō .
170The double foreigners are double lucky. 171It is good that you have arrived here now.
239Itnē light jō najarō̃ mē̃ samā jāē̃ !
172Whatever change takes place in the future is the drama.
240Is samay light banō tō 21 janm key|kī guarantee hai - kabhī-bhī kisī bhī prakār kā bōjh ā nahī̃ saktā .
173However, you are double lucky that you have arrived here according to the time.
241Achchhā .
174Achcha.
24219 tārīkh satgurūvār prātaḥ 6 . 30 bajē bāpdādā nē class mē̃ yādpyār dī|the aur vidāī lī . 243Sabhī dēśh-vidēśh K|kē chārō̃ taraph sēvā mē̃ rahnē vālē sēvādhārī bachchō̃ kō satgurūvār K|kē vardānī divas par vardātā aur vidhātā bāp key|kī yādpyār , goodmorning , gōlḍanamôrniṅg . 244Satgurū K|kē is śhubh divas par sadā yah mahāmantra yād rahē ki mahāntā prāpt karnā arthāt nirmāntā dhāraṇ karnā .
175To the eternal lovers who fulfil the responsibility of love to the spiritual Beloved, to those who experience themselves to be full of all attainments, to those who remain satisfied in every stage and in every situation, to those who become full with the treasure of contentment and who make others full, to the true lovers who are in constant company and who constantly give their hand, love, remembrance and namaste from the heart of the spiritual Beloved.
245Nirmān hī sarv mahān hai . 246 pahlē āp ' karnā hī svamān sarv sē prāpt karnē kā ādhār hai .
176Blessing: While seeing the virtues of everyone, may you become an image of virtues by imbibing the Father's virtues in yourself.
247' ' satgurūvār K|kē divas satgurū sē mahān bannē kā yah mantra vardān rūp mē̃ sadā sāth rakhnā aur vardānō̃ sē paltē , uṛtē mañjal par pahuñchnā .
177The children who wear the garland of virtues at the confluence age are the ones who enter the rosary of victory. 178Therefore, become a holy swan and see everyone's virtues, and imbibe the virtues of the one Father.
248Mēhnat tab kartē haĩ jabki vardānō̃ kō kārya mē̃ nahī̃ lagātē .
179Let this garland of virtues be around everyone's neck.
249Agar vardānō̃ sē paltē rahē̃ , vardānō̃ kō kārya mē̃ lagātē rahē̃ tō mēhnat samāpt hō jāyēgī .
180To the extent that you imbibe the Father's virtues, you will have that many garlands around your neck.
250Sadā saphaltā , sadā sahaj santuṣhṭatā kā anubhav kartē aur karātē rahē̃gē .
181By turning the beads of the garland of virtues, you also become an image of virtues.
251Vardānō̃ sē uṛtē chalō , vardānō̃ key|kī pālnā dō aur vardātā , vidhātā sē jō prāpti kī hai , uskā pratyakṣhaphal dikhāō .
182As a memorial of this, they show the deities and Goddesses with garlands around their neck.
252Yahī satgurū key|kī śhrēṣhṭh mat hai vā śhrēṣhṭh vardān hai . 253Achchhā .
183Slogan: The stage of a detached observer is the throne of accurate decisions.
254Sarv kō yādpyār .
184* * * O M S H A N T I* * *