गुरुवार 1 अक्टूबर 1987 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 101-10-87 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 01-10-87 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Ādhyātmik sant sammēlan K|kē paścāt bāpdādā key|kī padharāmaṇi
1God's love is the foundation for transformation in life.
3Sarv sēvādhārī bachchō̃ kō sēvā key|kī mubārak dētē huē snēh K|kē sāgar bāpdādā bōlē
2Today, the Ocean of Love has come to meet His loving children.
4Āj snēh K|kē sāgar apnē snēhī bachchō̃ sē milnē āyē haĩ .
3The love of the Father and the children is tying the world in the thread of love.
5Bāp aur bachchō̃ kā snēh viśhva kō snēh sūtra mē̃ bāndh rahā hai . 6Jab snēh K|kē sāgar aur snēh sampann nadiyō̃ kā male|mail|mēl hōtā hai tō snēh-bharī nadī bhī bāp samān master snēh kā sāgar ban jātī hai .
4When the meeting of the Ocean of Love and the rivers full of love takes place, the rivers full of love also become master oceans of love, the same as the Father.
7Isliē viśhva key|kī ātmāyē̃ snēh K|kē anubhav sē svataḥ hī samīp ātī jā rahī haĩ .
5This is why souls of the world are automatically continuing to come close with the experience of love.
8Pavitra pyār vā īśhvarīy parivār K|kē pyār sē - kitnī bhī anjān ātmāyē̃ hō̃ , bahut samay sē parivār K|kē pyār sē vañchit patthar samān bannē vālī ātmā hō lēkin aisē patthar samān ātmāyē̃ bhī īśhvarīy parivār K|kē snēh sē pighal pānī ban jātī hai .
6No matter how unknowing souls are, how stonelike they may have become having been deprived of the love of the family for a long time, with pure love and God's love, even such stonelike souls, with the love of the Godly family, melt and become like water.
9Yah hai īśhvarīy parivār K|kē pyār key|kī kamāl .
7This is the wonder of the love of the Godly family.
10Kitnā bhī svayã kō kinārē karē lēkin īśhvarīy pyār chumbak K|kē samān svataḥ hī samīp lē ātā hai .
8No matter how much they may keep themselves aside, Godly love automatically pulls them like a magnet and brings them close.
11Iskō kahtē haĩ īśhvarīy snēh kā pratyakṣhaphal .
9This is called, the practical fruit of God's love.
12Kitnā bhī kōī svayã kō alag rāstē vālē mānē̃ lēkin īśhvarīy snēh sahyōgī banāē āpas mē̃ ēk hō ' āgē baṛhnē K|kē sūtra mē̃ bāndh dētā hai . 13Aisā anubhav kiyā nā .
10No matter how much some consider themselves to belong to a different path, God's love makes them cooperative and ties them with the thread "we are all one" and enables them to move forward.
14Snēh pahlē sahyōgī banātā hai , sahyōgī banātē-banātē svataḥ hī samay par sarv kō sahajyōgī bhī banā dētā hai . 15Sahyōgī bannē key|kī niśhānī hai - āj sahyōgī haĩ , kal sahaj-yōgī ban jāyēṅgē . 16Īśhvarīy snēh parivartan kā foundation ( nīṃv ) hai athavā jīvan-parivartan kā bīj svarūp hai . 17Jin ātmāō̃ mē̃ īśhvarīy snēh key|kī anubhūti kā bīj paṛ jātā hai , tō yah bīj sahyōgī bannē kā vr̥ikṣha svataḥ hī paidā kartā rahēgā aur samay par sahajyōgī bannē kā phal dikhāī dēgā kyōṅki parivartan kā bīj phal jarūr dikhātā hai .
11You had this experience, did you not?
18Sirph kōī phal jaldī nikaltā hai , kōī phal samay par nikaltā hai . 19Chārō̃ ōr dēkhō , āp sabhī master snēh K|kē sāgar , viśhva-sēvādhārī bachchē kyā kārya kar rahē hō ? 20Viśhva mē̃ īśhvarīy parivār K|kē snēh kā bīj bō rahē hō . 21Jahā̃ bhī jātē hō - chāhē kōī nāstik hō vā āstik hō , bāp kō na bhī jāntē hō̃ , na bhī māntē hō̃ lēkin itnā avaśhya anubhav kartē haĩ ki aisā īśhvarīy parivār kā pyār jō āp śhivvanśhī brahmākumār-brahmākumāriyō̃ sē miltā hai , yah kahī̃ bhī nahī̃ miltā aur yah bhī māntē haĩ ki yah snēh vā pyār sādhāraṇ nahī̃ hai , yah alaukik pyār hai vā īśhvarīy snēh hai .
12Love, first of all, makes one cooperative.
22Tō indirect nāstik sē āstik hō gayā nā . 23Īśhvarīy pyār hai , tō vah kahā̃ sē āyā ?
13By gradually making them cooperative, it automatically makes them easy yogis at the right time.
24Kiraṇē̃ sūrya kō svataḥ hī siddh kartī haĩ . 25Īśhvarīy pyār , alaukik snēh , niḥsvārth snēh svataḥ hī dātā bāp kō siddha kartā hī hai .
14The sign of being cooperative is that today they are co operative and tomorrow, they will become easy yogis.
26Indirect īśhvarīy snēh K|kē pyār dvārā snēh K|kē sāgar bāp sē sambandh juṭ jātā hai lēkin jāntē nahī̃ haĩ .
15God's love is the foundation for transformation, that is, it is the seed for transformation in life.
27Kyōṅki bīj pahlē gupta rahtā hai , vr̥ikṣha spaṣhṭ dikhāī dētā hai . 28Tō īśhvarīy snēh kā bīj sarv kō sahyōgī sō sahajyōgī , pratyakṣarūp mē̃ samay pramāṇ pratyakṣha kar rahā hai aur kartā rahēgā .
16Souls who have the seed of the experience of God's love in them automatically make the tree of being cooperative grow and at the right time, the fruit of becoming easy yogis will be visible because the seed of transformation definitely bears fruit.
29Tō sabhī nē īśhvarīy snēh K|kē bīj ḍālnē key|kī sēvā key|kī .
17It is just that some fruit emerges quickly whereas other fruit emerges in its own time.
30Sahyōgī banānē key|kī śhubh bhāvnā aur śhubh kāmnā K|kē viśhēṣh dō pattē bhī pratyakṣha dēkhē .
18BapDada saw in all directions what all of you master oceans of love, the world server children are doing.
31Abhī yah tanā vr̥iddhi kō prāpt kartē pratyakṣhaphal dikhāyēgā . 32Bāpdādā sarv bachchō̃ K|kē variety ( bhinn-bhinn ) prakār key|kī sēvā kō dēkh harṣhit hōtē haĩ . 33Chāhē bhāṣhaṇ karnē vālē bachchē , chāhē sthūl sēvā karnē vālē bachchē - sarv K|kē sahyōg key|kī sēvā sē saphaltā kā phal prāpt hōtā hai . 34Chāhē pahrā dēnē vālē hō̃ , chāhē bartan sambhālnē vālē hō̃ lēkin jaisē pāñch aṅguliyō̃ K|kē sahyōg sē kitnā bhī śhrēṣhṭh kārya , baṛā kārya sahaj hō jātā hai , aisē har ēk brāhmaṇ bachchō̃ K|kē sahyōg sē jitnā sōchā thā ki aisā hōgā , us sōchnē sē hajār guṇā jyādā sahaj kārya hō gayā .
19You are sowing the seeds of the love of the Godly family in the world.
35Yah kiskī kamāl hai ? 36Sabhī key|kī . 37Jō bhī kārya mē̃ sahyōgī banē - chāhē svachchhatā bhī rakhī , chāhē table ( mēj ) sāph kiyā lēkin sarv K|kē sahyōg key|kī result ( pariṇām ) saphaltā hai . 38Yah saṅgaṭhan key|kī śhakti mahān hai .
20Wherever you go, whether someone is an atheist or a theist, even if he doesn't know or accept the Father, he definitely experiences that he cannot receive from anywhere else the love of the Godly family that he receives from you Brahma Kumars and Kumaris, who belong to Shiva's clan.
39Bāpdādā dēkh rahē thē - na sirph madhuban mē̃ ānē vālē bachchē lēkin jō sākār mē̃ bhī nahī̃ thē , chārō̃ ōr K|kē brāhmaṇ bachchō̃ key|kī , chāhē dēśh , chāhē vidēśh - sabkē man key|kī śhubh-bhāvnā aur śhubh-kāmnā kā sahyōg rahā . 40Yah sarv ātmāō̃ key|kī śhubh bhāvnā , śhubh kāmnā kā kilā ātmāō̃ kō parivartan kar lētā hai . 41Chāhē nimitt śhaktiyā̃ bhī rahī̃ , pāṇḍav bhī rahē . 42Nimitt sēvādhārī viśhēṣh her|har kārya mē̃ bantē hī haĩ lēkin vāyumaṇḍal kā kilā sarv K|kē sahyōg sē hī bantā hai .
21He would also accept that this love and affection is not ordinary, that this is unique love, that it is Godly love.
43Nimitt bannē vālē bachchō̃ kō bhī bāpdādā mubārak dētē haĩ , lēkin sabsē jyādā mubārak sabhī bachchō̃ kō .
22So, indirectly, he has become a theist from being an atheist, has he not? 23Since it is Godly love, where did it come from?
44Bāp kō bachchē mubārak kyā dēgē . 45Kyōṅki bāp tō avyakt hō gayā .
24The rays automatically prove the existence of the sun.
46Vyakt mē̃ tō bachchō̃ kō nimitt banāyā . 47Isliē , bāpdādā sadā bachchō̃ K|kē hī gīt gātē haĩ .
25Godly love, unique, spiritual love and altruistic love automatically prove the existence of the Father, the Bestower.
48Āp bāp K|kē gīt gāō , bāp āpkē gīt gāyē . 49Jō bhī kiyā , bahut achchhā kiyā . 50Bhāṣhaṇ karnē vālō̃ nē bhāṣhaṇ achchhē kiyē , stage sajānē vālō̃ nē stage achchhī sajāī aur viśhēṣh yōgyukt bhōjan banānē vālē , khilānē vālē , sabjī kāṭnē vālē rahē .
26Indirectly, because of the experience of Godly love, their relationship is forged with the Father, the Ocean of Love, but they don't know this because the Seed is at first incognito, and the tree is clearly visible.
51Pahlē foundation tō sabjī kaṭtī hai . 52Sabjī nahī̃ kaṭē tō bhōjan kyā banēgā ? 53Sab department vālē all-round ( sarv prakār key|kī ) sēvā kē nimitt rahē .
27So, the seed of Godly love is revealing everyone as being cooperative and easy yogis in a practical way, according to the time and will continue to do so. 28So, all of you did the service of sowing the seed of God's love.
54Sunāyā nā - agar saphāī vālē saphāī nahī̃ kartē tō bhī prabhāv nahī̃ paṛtā . 55Har ēk kā chēhrā īśhvarīy snēh sampann nahī̃ hōtā tō sēvā key|kī saphaltā kaisī hōtī .
29You also practically saw the two special leaves good wishes and pure feelings that make them cooperative. 30Now, this trunk will grow and show the practical fruit.
56Sabhī nē jō bhī kārya kiyā , snēh bharkar K|kē kiyā .
31BapDada is pleased to see the variety of service of all the children.
57Isliē , unhō̃ mē̃ bhī snēh kā bīj paṛā . 58Umaṅg-utsāh sē kiyā , isliē unhō̃ mē̃ bhī umaṅg-utsāh rahā .
32Whether they are children who give lectures, children who do physical service, success in service is achieved with everyone's co operation.
59Anēktā hōtē bhī snēh K|kē sūtra K|kē kāraṇ ēktā key|kī hī bātē̃ kartē rahē . 60Yah vāyumaṇḍal K|kē chhatrachhāyā key|kī viśhēṣhtā rahī . 61Vāyumaṇḍal chhatrachhāyā ban jātā hai .
33Whether it is someone on guard duty or someone who looks after the dishes, with the co operation of all five fingers, no matter how big or how great a task may be, it is easily accomplished.
62Tō chhatrachhāyā K|kē andar hōnē K|kē kāraṇ kaisē bhī saṅskār vālē snēh K|kē prabhāv mē̃ samāyē huē thē .
34In the same way, with the cooperation of every Brahmin child, every task has turned out a thousand times easier than you had thought. 35Whose wonder is this?
63Samjhā ?
36Everyone's.
64Sabhī key|kī baṛē tē baṛī duty ( jimmēvārī ) thī . 65Sabhī nē sēvā key|kī . 66Kitnā bhī vō aur kuchh bōlnē chāhē̃ , tō bhī bōl nahī̃ saktē vāyumaṇḍal K|kē kāraṇ .
37Whoever was cooperative in this task, whether you maintained cleanliness, whether you wiped the tables, the result of everyone's cooperation is success. 38The power of this gathering is great.
67Man mē̃ kuchh sōchē̃ bhī lēkin mukh sē nikal nahī̃ saktā kyōṅki pratyakṣha āp sabkī jīvan K|kē parivartan kō dēkh unhō̃ mē̃ bhī parivartan key|kī prērṇā svataḥ hī ātī rahī . 68Pratyakṣha pramāṇ dēkhā nā .
39BapDada was seeing that it wasn't just the children who came to Madhuban, but even those who were not present here in the physical form, all the Brahmin children from everywhere, from this land and abroad, gave the cooperation of good wishes and pure feelings with their mind.
69Śhāstra pramāṇ sē bhī , sabsē baṛā pratyakṣha pramāṇ hai . 70Pratyakṣha pramāṇ kē āgē aur sab pramāṇ samā jātē haĩ . 71Yah rahī sēvā key|kī result .
40This fortress of the good wishes and pure feelings of all the souls brings about transformation in souls, whether it is the Shaktis or the Pandavas who were instruments for this.
72Abhī bhī usī snēh K|kē sahyōg key|kī viśhēṣhtā sē aur samīp lātē rahē̃gē tō aur bhī sahyōg mē̃ āgē baṛhtē avyakt vāṇī 1987 69 jāyēṅgē .
41Of course special servers become instruments in every task, but the fortress of the atmosphere is only created with everyone's cooperation.
73Phir bhī pratyakṣhatā kā āvāj buland tabhī hōgā , jab sab sattāō̃ kā sahyōg hōgā .
42BapDada is congratulating the children who were the instruments, but most of all, He is congratulating everyone.
74Viśhēṣh sarv sattāyē̃ jab milkar ēk āvāj buland karē̃ , tab hī pratyakṣhatā kā pardā viśhva kē āgē khulēgā . 75Vartamān samay jō sēvā kā plan banāyā hai , vah isliē hī banāyā hai nā . 76Sabhī varg vālē arthāt sattā vālē samparka mē̃ , sahyōg mē̃ āyē̃ , snēh mē̃ āyē̃ tō phir sambandh mē̃ ākar sahajyōgī ban jāyēṅgē . 77Agar kōī bhī sattā sahyōg mē̃ nahī̃ ātī hai tō sarv K|kē sahyōg kā jō kārya rakhā hai , vah saphal kaisē hōgā ?
43What congratulations would you children give to the father because he has become avyakt?
78Abhī foundation paṛā viśhēṣh sattā kā .
44He made you children the instruments in the physical form.
79Dharm sattā sabsē baṛē tē baṛī sattā hai nā .
45This is why BapDada constantly sings songs of only you children.
80Us viśhēṣh sattā dvārā foundation ārambh huā .
46You sing the Father's song and the Father sings your songs.
81Snēh kā prabhāv dēkhā nā .
47Whatever you did, you did very well.
82Vaisē lōg kyā kahtē thē ki - yah itnē sab ikaṭṭhē kaisē bulā rahē hō ? 83Yah lōg bhī sōchtē rahē nā . 84Lēkin īśhvarīy snēh kā sūtra ēk thā , isliē , anēktā K|kē vichār hōtē huē bhī sahyōgī bannē kā vichār ēk hī rahā .
48Those who gave lectures gave good lectures, those who decorated the stage decorated it well, and those who prepared the food, those who were serving the food and those who cut the vegetables were especially yogyukt. 49The first foundation is that of cutting the vegetables.
85Aisē abhī sarv sattāō̃ kō sahyōgī banāō .
50If the vegetables are not cut what food will be prepared?
86Ban bhī rahē haĩ lēkin aur bhī samīp , sahyōgī banātē chalō .
51Those from all departments were instruments for allround service.
87Kyōṅki abhī golden jubilee ( svarṇ jayantī ) samāpt huī , tō abhī sē , aur pratyakṣhatā K|kē samay ā gayē .
52You were told that if those who maintain the cleanliness didn't keep everything clean, there wouldn't have been that impact.
88Diamond jubilee arthāt pratyakṣhatā kā nārā buland karnā .
53If each one's face was not full of Godly love, then how could there have been success in service?
89Tō is varṣh sē pratyakṣhatā kā pardā abhī khulnē ārambh huā hai .
54Whatever work each one of you did, you did it filled with love.
90Ēk taraph vidēśh dvārā bhārat mē̃ pratyakṣhatā huī , dūsrē taraph nimitt mahāmaṇḍalēśhvarō̃ dvārā kārya key|kī śhrēṣhṭhatā key|kī saphaltā .
55This is why the seed of love was sown in them. 56You did it with zeal and enthusiasm and that is why others also had zeal and enthusiasm.
91Vidēśh mē̃ U|you . N . ( U . N . ) vālē nimitt banē , vē|way bhī viśhēṣh nāmīgrāmī aur bhārat mē̃ bhī nāmīgrāmī dharm sattā hai .
57While there was diversity, because of the thread of love, they only spoke of unity. 58This was the speciality of the canopy of the atmosphere.
92Tō dharm sattā vālō̃ dvārā dharm-ātmāō̃ key|kī pratyakṣhatā hō - yah hai pratyakṣhatā kā pardā khulnā ārambh hōnā . 93Ajun khulnā ārambh huā hai .
59The atmosphere becomes a canopy of protection. 60So because of being under the canopy of protection, no matter what type of sanskars they had, they were absorbed in the influence of love.
94Abhī khulnē vālā hai .
61Do you understand?
95Pūrā nahī̃ khulā hai , ārambh huā hai .
62All of you had the greatest of all duties (responsibilities).
96Vidēśh K|kē bachchē jō kārya kē nimitt banē , yah bhī viśhēṣh kārya rahā . 97Pratyakṣhatā K|kē viśhēṣh kārya mē̃ is kārya K|kē kāraṇ nimitt ban gayē .
63All of you did service. 64No matter how much they wanted to speak of something else, they were unable to do so because of the atmosphere.
98Tō bāpdādā vidēśh K|kē bachchō̃ kō is antim pratyakṣhatā K|kē hero part mē̃ nimitt bannē K|kē sēvā key|kī bhī viśhēṣh mubārak dē rahē haĩ . 99Bhārat mē̃ halchal tō machā lī nā . 100Sabkē kānō̃ tak āvāj gayā .
65Even if they thought something in their mind, they were unable to speak about it because on seeing the practical transformation in the lives of all of you, they also automatically continued to have the inspiration for transformation.
101Yah vidēśh kā buland āvāj bhārat K|kē kumbhakaraṇō̃ kō jagānē kē nimitt tō ban gayā .
66You saw the practical proof, did you not? 67Even more than the proof of the scriptures is practical proof.
102Lēkin abhī sirph āvāj gayā hai , abhī aur jagānā hai , uṭhānā hai .
68All the other types of proof become merged in front of practical proof.
103Abhī sirph kān tak āvāj pahuñchā hai .
69This was the result of service.
104Sōyē huē kō agar kān mē̃ āvāj jātā hai tō thōṛā hiltā hai nā , halchal tō kartā hai nā . 105Tō halchal paidā huī .
70Even now, if you continue to bring them closer with the speciality of the cooperation of love, they will continue to move forward even more in their cooperation.
106Halchal mē̃ thōṛē jāgē haĩ , samajhtē ki yah bhī kuchh haĩ . 107Abhī jāgēṅgē tab jab aur jōr sē āvāj karē̃gē .
71Nevertheless, the sound of revelation will be heard loudly only when there is cooperation from all authorities.
108Abhī pahlē bhī thōṛā jōr sē huā . 109Aisē hī kamāl tab hō jab sab sattā vālē ikaṭṭhē stage par snēh milan karē̃ .
72Only when all the special authorities come together and speak out loudly in one voice, will the curtain of revelation open in front of the world.
110Sab sattā key|kī ātmāō̃ dvārā īśhvarīy kārya key|kī pratyakṣhatā ārambh hō , tab pratyakṣhatā kā pardā pūrā khulēgā .
73This is why the plans of service that you have made at present are for this purpose, is it not?
111Isliē , abhī jō programme banā rahē hō usmē̃ yah lakṣhya rakhā ki sab sattāō̃ kā snēh milan hō . 112Sab vargō̃ kā snēh milan tō hō saktā hai .
74If the people of all the fields, that is, all the authorities, come into connection, cooperate and are loving, they will come into relationship and become easy yogis.
113Jaisē sādhāraṇ sādhuō̃ kō bulātē tō kōī baṛī bāt nahī̃ , lēkin yah mahāmaṇḍalēśhvarō̃ kō bulāyā nā .
75If even one authority does not cooperate, how will the task that you have undertaken of "Global cooperation" be successful?
114Aisē tō śhaṅkarāchārya key|kī bhī is saṅgaṭhan mē̃ aur hī śhōbhā hōtī .
76Now the foundation of the special authorities has been laid.
115Lēkin ab uskā bhī bhāgya khul jāyēgā .
77The field of religion is the greatest authority, is it not?
116Andar sē tō phir bhī sahyōgī hai . 117Bachchō̃ nē mēhnat bhī achchhī key|kī .
78The foundation has now begun with that special authority.
118Lēkin phir bhī lōklāj tō rakhnī paṛtī hai .
79You saw the influence of love, did you not?
119Vah bhī din āyēgā jab sabhī sattā vālē mil karkē kahē̃gē ki śhrēṣhṭh sattā , īśhvarīy sattā , ādhyātmik sattā hai tō ēk paramātm-sattā hī hai .
80What were people saying otherwise? 81How are you able to invite so many of them together (first conference of all the mahamandleshwars from India) here?
120Isliē lambē samay kā plan banāyā hai nā .
82Those people were also wondering, were they not?
121Itnā samay isliē milā hai ki sabhī kō snēh K|kē sūtra mē̃ bāndh samīp lāō . 122Yah snēh chumbak banēgā jō sab ēk sāth saṅgaṭhan rūp mē̃ bāp key|kī stage par pahũch jāē . 123Aisā plan banāyā hai nā ?
83However, there was one thread of God's love, and this is why even though they had diverse opinions, there was just the one thought of being cooperative. 84Similarly, make those of all professions cooperative in the same way.
124Achchhā . 125Sēvādhāriyō̃ kō sēvā kā pratyakṣhaphal bhī mil gayā . 126Nahī̃ tō , abhī number nayē bachchō̃ kā hai nā . 127Āp lōg tō milan manātē-manātē ab vānaprasth avasthā tak pahũchē hō .
85They are becoming that, but bring them even closer and make them cooperative more because now the Golden Jubilee has ended, and so you have come even closer to revelation now.
128Abhī apnē chhōṭē bhāī-bahinō̃ kō turn dē rahē hō .
86The Diamond Jubilee means to make the sound of revelation be heard loudly.
129Svayã vānaprasthī banē tab aurō̃ kō chance diyā .
87So, from this year, the curtain of revelation has started to open.
130Ichchhā tō sabkī baṛhtī hī jāyēgī . 131Sab kahē̃gē - abhī bhī milnē kā chance milnā chāhiē . 132Jitnā milē̃gē , utnā aur ichchhā baṛhtī jāyēgī .
88On the one hand, there was the revelation in Bharat from the lands abroad, and on the other side, there was the success of the great task of the mahamandleshwars.
133Phir kyā karē̃gē ? 134Aurō̃ kō chance dēnā bhī svayã tr̥ipti kā anubhav karnā hai . 135Kyōṅki purānē tō anubhavī haĩ , prāpti-svarūp haĩ .
89Abroad, the United Nations became the instrument, they are especially very well known and in Bharat, it is the authority of religion that is very well known.
136Tō prāpti-svarūp ātmāyē̃ avyakt vāṇī 1987 71 sadā par key|kī śhubh bhāvnā rakhnē vālē , aurō̃ kō āgē rakhnē vālē hō .
90So, to bring about revelation of the dharamatmas through the authority of religion is to begin to open the curtain of revelation.
137Yā samajhtē hō ham tō mil lēvē̃ ?
91As yet it has only just begun to open. 92It is still to open.
138Ismē̃ bhī niḥsvārthī bannā hai . 139Samajhdār hō .
93It hasn't opened fully, it has only just begun to open.
140Ādi , madhya , ant kō samajhnē vālē hō . 141Samay kō bhī samajhtē hō .
94The children abroad were instruments for that task; that was also a special task.
142Prakr̥iti K|kē prabhāv kō bhī samajhtē hō . 143Part kō bhī samajhtē hō .
95In the special task of revelation, you became instruments for this task.
144Bāpdādā bhī sadā hī bachchō̃ sē milnē chāhtē haĩ . 145Agar bachchē milnē chāhtē tō pahlē bāp chāhtā , tab bachchē bhī chāhtē .
96BapDada is giving special congratulations to the children abroad for being the instruments to play the hero part in this final revelation.
146Lēkin bāp kō bhī samay kō , prakr̥iti kō dēkhnā tō paṛtā hai nā .
97You created upheaval in Bharat, did you not? 98The sound reached everyone's ears.
147Jab is duniyā mē̃ ātē haĩ tō duniyā key|kī sab bātō̃ kō dēkhnā paṛtā hai .
99This sound from abroad at least became instrumental to awaken the Kumbhakarnas of Bharat.
148Jab insē dūr avyakt vatan mē̃ haĩ tō vahā̃ tō pānī key|kī , samay key|kī , rahnē ādi key|kī prōblam ( samasyā ) hī nahī̃ .
100However, as yet the sound has only just been heard; they still have to be awakened. 101You have to get them up.
149Gujarāt vālē samīp rahtē haĩ .
102The sound has only just reached their ears.
150Tō iskā bhī phal milā hai nā . 151Yah bhī gujarāt vālō̃ key|kī viśhēṣhtā hai , sadaiv ever ready rahtē haĩ .
103When a sound reaches someone who is sleeping, he stirs a little; there is a little movement.
152 hā̃ jī ' kā pāṭh pakkā hai aur jahā̃ bhī rahnē kā sthān milē , tō rah bhī jātē haĩ .
104So, the movement has been created. 105In the movement, they have awakened a little and they understand that you are something.
153Her|har paristhiti mē̃ khuśh rahnē key|kī bhī viśhēṣhtā hai .
106They will now awaken when you make the sound even more loudly.
154Gujarāt mē̃ vr̥iddhi bhī achchhī hō rahī hai .
107The sound now has been a little louder than before.
155Sēvā kā umaṅg - utsāh svayã kō bhī nirvighna banātā , dūsrō̃ kā bhī kalyāṇ kartā hai .
108In the same way, it will be a wonder when all the authorities have a snehmilan together on the stage.
156Sēvābhāv key|kī bhī saphaltā hai . 157Sēvā-bhāv mē̃ agar aham-bhāv ā gayā tō uskō sēvā-bhāv nahī̃ kahē̃gē .
109When the revelation of God's task begins through all the souls of all the authorities, then the curtain of revelation will open fully.
158Sēvā-bhāv saphaltā dilātā hai . 159Aham-bhāv agar mix hōtā hai tō mēhnat bhī jyādā , samay bhī jyādā , phir bhī svayã key|kī santuṣhṭī nahī̃ hōtī .
110This is why you have to keep the aim in the programme that you are now making, that there should be a snehmilan of all authorities. 111A snehmilan of all authorities can take place.
160Sēvābhāv vālē bachchē sadā svayã bhī āgē baṛhtē aur dūsrō̃ kō bhī āgē baṛhātē haĩ .
112For instance, when you call the ordinary sages, that is not a big thing, but you called all the mahamandleshwars.
161Sadā uṛtī kalā kā anubhav kartē haĩ . 162Achchhī himmat vālē haĩ .
113In fact, there would have been greater splendour in this gathering had Shankaracharya come.
163Jahā̃ himmat hai vahā̃ bāpdādā bhī her|har samay kārya mē̃ madadgār haĩ .
114But his fortune will also open now. 115He is at least cooperative internally.
164Mahārathī tō haĩ hī mahādānī .
116Children have worked very hard.
165Jō bhī mahārathī sēvā kē prati āyē haĩ , mahādānī vardānī hō nā ?
117However, he has to consider people's opinion.
166Aurō̃ kō chance dēnā - yah bhī mahādān , vardān hai . 167Jaisā samay , vaisā part bajānē mē̃ bhī sab sikīladhē bachchē sadā hī sahyōgī rahē haĩ aur rahē̃gē .
118That day will also come when those of all authorities together will say that the most elevated authority, the Godly authority, the spiritual authority is the authority of the one God.
168Ichchhā tō hōgī kyōṅki yah śhubh ichchhā hai .
119This is why you have made a plan for a long period, have you not?
169Lēkin iskō samānē bhī jāntē haĩ . 170Isliē sabhī sadā santuṣhṭ haĩ .
120You have been given all this time so that you can tie everyone in the thread of love and bring them close.
171Bāpdādā bhī chāhtē haĩ ki ēk-ēk bachchē sē milan manāvē̃ aur samay key|kī sīmā bhī nahī̃ hōnī chāhiē .
121This love will become a magnet so that all of them together will come on to the Father's stage as a group. 122You have made such a plan, have you not?
172Lēkin āp lōgō̃ key|kī duniyā mē̃ yah sabhī sīmāē̃ dēkhnī paṛtī haĩ .
123Achcha. 124The servers have received the practical fruit of all the service you did.
173Nahī̃ tō , ēk-ēk viśhēṣh ratan key|kī mahimā agar gāyē̃ tō kitnī baṛī hai .
125Otherwise, it is now the turn of the new ones to meet Baba.
174Kam sē kam ēk-ēk bachchē key|kī viśhēṣhtā kā ēk-ēk gīt tō banā saktē haĩ .
126All of you have now reached the stage of retirement whilst continuously celebrating meetings.
175Lēkin … isliē kahtē haĩ vatan mē̃ āō jahā̃ kōī sīmā nahī̃ . 176Achchhā . 177Sadā īśhvarīy snēh mē̃ samāyē huē , sadā her|har second sarv K|kē sahyōgī bannē vālē , sadā pratyakṣhatā K|kē pardē kō haṭāē bāp kō viśhva kē āgē pratyakṣha karnē vālē , sadā sarv ātmāō̃ kō pratyakṣ-pramāṇ-svarūp ban ākarṣhit karnē vālē , sadā bāp aur sarv K|kē her|har kārya mē̃ sahyōgī ban ēk kā nām bālā karnē vālē , aisē viśhva K|kē iṣhṭ bachchō̃ kō , viśhva K|kē viśhēṣh bachchō̃ kō bāpdādā kā ati snēh sampann yādpyār . 178Sāth-sāth sarv dēśh-vidēśh K|kē snēh sē bāp K|kē sāmnē pahuñchnē vālē sarv samīp bachchō̃ kō sēvā key|kī mubārak K|kē sāth-sāth bāpdādā kā viśhēṣh yādpyār svīkār hō .
127You are now giving your younger brothers and sisters their turn.
179Mukhya bhāiyō̃ kē sāth avyakt bāpdādā key|kī mulākāt 180Pāṇḍavō̃ key|kī vijay sadā gāī huī hai .
128It is because you became those who are in the stage of retirement that you gave a chance to others.
181Pāṇḍavō̃ K|kē mastak par sadā vijay kā tilak hai hī hai .
129Of course everyone's desires will continue to increase.
182Pāṇḍavō̃ kō hī vijayī pāṇḍav kahtē haĩ .
130Everyone will say that they should even now have a chance to meet Baba.
183Sva par vijay , sēvā mē̃ vijay . 184Tō double vijay kā tilak hai nā .
131The more you receive, the more your desire will increase. 132What will you then do?
185Bāpdādā jab mahāvīr pāṇḍavō̃ kō dēkhtē haĩ tō sadaiv mastak par double vijay kā tilak dēkhtē haĩ .
133To give a chance to others means to experience the self to be fully satisfied because the older ones are experienced.
186Yahī pāṇḍavō̃ key|kī viśhēṣhtā her|har kalp key|kī gāī huī hai . 187Yah amiṭ yādgār hai . 188Tō yādgār sē prasiddh huī ātmāyē̃ hō .
134You are the embodiment of attainments. 135Souls who are the embodiment of attainments are those who have good wishes for everyone, the ones who keep others in front.
189Śhaktiyā̃ apnī sēvā key|kī stage par haĩ lēkin pāṇḍavō̃ key|kī viśhēṣhtā apnī hai .
136Or, do you feel that you should also meet now? 137You have to be altruistic in this too.
190Pāṇḍavō̃ key|kī viśhēṣhtā - sadā hī sēvā mē̃ unnati kā sūrya uday karnā .
138You are sensible. 139You are those who understand the beginning, the middle and the end.
191Sēvā key|kī viśhēṣhtā kā śr̥ṅgār pāṇḍav haĩ .
140You also understand the time. 141You understand the influence of matter.
192Śhaktiyā̃ sahyōgī haĩ lēkin nimitt unnati K|kē ādhār pāṇḍav haĩ .
142You also understand your part. 143BapDada too always wants to meet you children.
193Isliē , pāṇḍavō̃ key|kī viśhēṣhtā varṇan karnē baiṭhē̃ tō pūrī murlī chal jāē . 194Pāṇḍav sadā hī prasiddh haĩ .
144If the children want to meet, it is because the Father wants to meet you first, and this is why you children also want to meet.
195Bhakti mē̃ bhī kōī pūjā hōtī hai tō pahlē gaṇēśh key|kī pūjā kartē haĩ nā .
145However, the Father also has to consider the time and matter.
196Sākār mē̃ bāpdādā nē iskō ( Jagdīśh bhāī kō ) yah ṭāīṭal diyā .
146When He comes into this world, He has to consider everything of this world.
197Tō yah ṭāīṭal cum|kam nahī̃ hai . 198Binā gaṇēśh K|kē yānī pāṇḍavō̃ K|kē pūjā śhurū nahī̃ hōtī .
147When He is far from here, then there, in the subtle region, there is no problem of water, time, or accommodation.
199Śhaktiyō̃ K|kē sahyōg K|kē binā pāṇḍav nahī̃ , pāṇḍavō̃ K|kē sēvā key|kī unnati K|kē purūṣhārth K|kē binā śhaktiyō̃ K|kē sēvā key|kī vijay nahī̃ .
148Those from Gujarat live close. 149So you have also received the fruit of that, have you not? 150It is a speciality of those from Gujurat that they always remain everready.
200Dōnō̃ hī ēk dō K|kē sāthī haĩ . 201Pāṇḍavō̃ kō sadaiv dil sē brahmā K|kē hamśharīk sāthī kahtē haĩ .
151You have made the lesson of "Ha ji" (Yes indeed) very firm, and you stay wherever you are given a place to stay.
202Tō brahmā bāp K|kē ham sāthī haĩ ! 203Kitnī kamāl hai !
152You also have the speciality of remaining happy in all circumstances.
204Śhaktiyō̃ kō āgē rakhnā - yah bhī pāṇḍavō̃ key|kī kamāl hai .
153There is good growth in Gujarat.
205Agar pāṇḍav śhaktiyō̃ kō āgē na rakhē̃ tō śhaktiyā̃ kyā karēgī ? 206Yah pāṇḍavō̃ key|kī viśhēṣhtā hai .
154The enthusiasm for service makes you free from obstacles and also brings benefit to others.
207Samay pramāṇ śhaktiyō̃ kō āgē rakhnā hī paṛtā hai .
155There is also success in having the feeling to serve.
208Pāṇḍav sahyōgī ban āgē rakhtē haĩ , tab śhaktiyō̃ key|kī mahimā hōtī hai !
156If the feeling of "I" is mixed in service, than that would not be called the intention to serve.
209Pāṇḍav kōī cum|kam nahī̃ haĩ .
157The feeling to serve brings success.
210Sirph kahī̃-kahī̃ śhaktiyō̃ kā nām pratyakṣha hō jātā hai , pāṇḍavō̃ kā gupta hō jātā hai . 211Vaisē bāp bhī gupta hai .
158If the feeling of "I" is mixed, then it requires more labour, more time, and even then the self is not content.
212Nām tō bachchō̃ kā hōtā , bāp kā kahā̃ hōtā hai . 213Tō pāṇḍav sadā vijay K|kē tilakdhārī hō .
159Children who have the intention to serve, themselves move forward and also enable others to move forward.
214Pāṇḍavō̃ kē āgē title hai - vijayī pāṇḍav ' .
160You constantly experience the flying stage.
215Sabhī nē bahut achchhā kiyā .
161You have good courage.
216Jaisē bāpdādā chāhtē haĩ - pyār-pyār sē phū̃k bhī lagāō aur apnā kārya bhī kar lō , aisē kiyā .
162Where there is courage, BapDada always helps in every task. 163The maharathis are the great donors anyway.
217Achchhī sēvā huī . 218Achchhā . 219Āndhra pradēśh group sē bāpdādā key|kī mulākāt
164The maharathis who have come for service, are you all great donors and bestowers of blessings?
220Sabhī apnē kō śhrēṣhṭh bhāgyavān ātmā samajhtē hō ?
165To give others a chance is also a great donation, a blessing.
221Sadā her|har kadam mē̃ āgē baṛhtē jā rahē hō ? 222Kyōṅki jab bāp K|kē ban gayē tō pūrā adhikār prāpt karnā bachchō̃ kā pahlā karttavya hai .
166All the longlost and nowfound children are always cooperative in playing their part according to the time, and will continue to remain so.
223Sampann bannā arthāt sampūrṇ adhikār prāpt karnā .
167Of course, there will be the desire because this is a pure desire.
224Aisē svayã kō sampann anubhav kartē hō ?
168However, you also know how to merge it.
225Jab bhāgyavidhātā bhāgya bāṇṭ rahē haĩ , tō pūrā bhāgya lēnā chāhiē nā . 226Tō thōṛē mē̃ rājī hōnē vālē hō yā pūrā lēnē vālē hō ?
169This is why all of you are always content. 170BapDada too wants to celebrate a meeting with every child and for there to be no limitations of time.
227Bachchē arthāt pūrā adhikār lēnē vālē . 228Ham kalp-kalp K|kē adhikārī haĩ - yah smr̥iti sadā samarth banātē huē āgē baṛhātī rahēgī .
171However, all these limitations have to be considered in the world of you people. 172Otherwise, if BapDada were to sing praise of each special jewel, it would be so high.
229Yah naī bāt nahī̃ kar rahē hō , yah prāpt huā adhikār phir sē prāpt kar rahē hō .
173At least one song of each child's specialities can be composed, however….
230Naī bāt nahī̃ hai . 231Kaī bār milē haĩ aur anēk bār āgē bhī miltē rahē̃gē .
174This is why Baba asks you to go to the subtle region where there are no limitations.
232Ādi , madhya , ant tīnō̃ kālō̃ kō jānnē vālē haĩ - yah naśhā sadā rahtā hai ? 233Jō bhī prāpti hō rahī hai vah sadā hai , avināśhī hai - yah niśhchay aur naśhā hō tō isī ādhār sē uṛtī kalā mē̃ uṛtē rahē̃gē . 234Achchhā . 235Jaisē bāp gyān kā sāgar hai , aisē master gyān K|kē sāgar ban sadā aurō̃ kō bhī gyān dān dētē rahtē hō nā .
175To all the children merged in God's love, to those who are cooperative with everyone at every second, to those who remove the curtain of revelation and reveal the Father in front of the world, to all the souls who become the image of attraction and become the embodiment that gives the practical proof, to those who are always cooperative in the Father's and everyone's task and who glorify the name of One, to such children who are the special deities of the world, to the special children of the world, BapDada's deep love and remembrance.
236Gyān kā kitnā śhrēṣhṭh khazānā milā hai . 237Aisā śhrēṣhṭh khazānā is samay aur kisī ātmāō̃ kē pās hai nahī̃ . 238Tō āp bhāgyavān ban gayē nā . 239Sadā apnē is śhrēṣhṭh bhāgya kō smr̥iti mē̃ rakh āgē baṛhtē chalō .
176Together with that, to all the children from this land and abroad who are close and who come in front of the Father with love, accept congratulations for your service and also special love and remembrance from BapDada.
240Yād K|kē anubhav sē aurō̃ key|kī bhī sēvā kar aurō̃ kō bhī āp samān bhāgyavān banātē chalō .
177Blessing: May you be a gyani soul and make all three, your speaking, thinking and doing, equal.
241Kyōṅki brāhmaṇ jīvan kā lakṣhya hī hai - sēvādhārī ban sēvā karnā .
178Now, the time to go into the stage of retirement is coming close.
242Jitnī sēvā karē̃gē utnī khuśhī baṛhtī jāyēgī . 243Kabhī kōī duḥkh key|kī lahar tō nahī̃ ātī hai ? 244Sukhdātā K|kē bachchē ban gayē tō kabhī bhī duḥkh key|kī lahar ā nahī̃ saktī . 245Sadaiv yah yād rakhō ki ham sukh K|kē sāgar K|kē bachchē haĩ .
179Therefore, finish all the weaknesses of the consciousness of "mine" and all the games of waste and make your thinking, speaking and doing equal and only then will you be called an embodiment of knowledge.
246Sukh K|kē sāgar K|kē bachchō̃ kē pās duḥkh ā nahī̃ saktā . 247Sadā mahādānī ban jō bhī khazānē milē haĩ , unkā dān kartē rahō .
180Every action, sanskar, virtue and task of those who are such gyani souls, the embodiment of knowledge, are as powerful as the Father's.
248Kyōṅki yah khazānē jitnā dān karē̃gē utnā aur bhī baṛhtē jāyēṅgē .
181They can never play the useless games of waste.
249Vō khazānē dān karnē sē kam hōtē haĩ lēkin yah baṛhtē haĩ .
182They would always remain busy in the games of a meeting with God.
250Tō mahādānī bannā arthāt dēnā nahī̃ balki aur bhī bharnā .
183They will celebrate a meeting with the one Father and make others equal to the Father.
251Tō sadā apnē kō aisē padmō̃ key|kī kamāī jamā karnē vālī viśhēṣh ātmā samajhkar chalō . 252Achchhā .
184Slogan: Enthusiasm for service makes all the little illnesses become merged. 185* * * O M S H A N T I* * *