सोमवार 5 अक्टूबर 1987 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 105-10-87 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban 2Brāhmaṇ jīvan kā sukh - santuṣhṭatā ' va prasannatā '
0> > 05-10-87 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
3Santuṣhṭatā aur prasannatā kā khazānā dēnē vālē , vidhātā , vardātā bāpdādā bōlē 4Āj bāpdādā chārō̃ ōr K|kē apnē ati lāḍlē , sikīladhē brāhmaṇ bachchō̃ mē̃ sē viśhēṣh brāhmaṇ jīvan key|kī viśhēṣhtā sampann bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ . 5Āj amr̥itvēlē bāpdādā sarv brāhmaṇ kul bachchō̃ mē̃ sē un viśhēṣh ātmāō̃ kō chun rahē thē jō sadā santuṣhṭatā dvārā svayã bhī sadā santuṣhṭ rahē haĩ aur aurō̃ kō bhī santuṣhṭatā key|kī anubhūti apnī dr̥iṣhṭi , vr̥itti aur kr̥iti dvārā sadā karātē āyē haĩ . 6Tō āj aisī santuṣhṭamaṇiyō̃ key|kī mālā pirō rahē thē jō sadā saṅkalp mē̃ , bōl mē̃ , saṅgaṭhan K|kē sambandh-sampark mē̃ , karma mē̃ santuṣhṭatā K|kē golden puṣhp bāpdādā dvārā apnē ūpar barsānē kā anubhav kartē aur sarv prati santuṣhṭatā K|kē golden puṣhpō̃ key|kī varṣhā sadā kartē rahtē haĩ .
1The happiness, contentment and satisfaction of Brahmin life
7Aisī santuṣhṭ ātmāyē̃ chārō̃ ōr mē̃ sē kōī-kōī najar I|āī|eye . 8Mālā baṛī nahī̃ banī , chhōṭī-sī mālā banī . 9Bāpdādā bārabār santuṣhṭamaṇiyō̃ key|kī mālā kō dēkh harṣhit hō rahē thē .
2Today, out of all His extremely beloved, longlost and nowfound Brahmin children, BapDada is looking at the children who are filled with the speciality of Brahmin life.
10Kyōṅki aisī santuṣhṭamaṇiyā̃ hī bāpdādā K|kē galē kā hār bantī haĩ , rājya adhikārī bantī haĩ aur bhaktō̃ K|kē simraṇ key|kī mālā bantī haĩ . 11Bāpdādā aur bachchō̃ kō bhī dēkh rahē thē jō kabhī santuṣhṭ aur kabhī asantuṣhṭ K|kē saṅkalp-mātra chhāyā K|kē andar ā jātē haĩ aur phir nikal ātē haĩ , phans nahī̃ jātē .
3Today, at amrit vela, out of all the children who are the decoration of the Brahmin clan, BapDada was selecting those special souls who have contentment, those who have always been content themselves, and who have always continued to give others the experience of contentment through their vision, attitude and actions.
12Tīsrē bachchē kabhī saṅkalp key|kī asantuṣhṭatā , kabhī svayã key|kī svayã sē asantuṣhṭatā , kabhī paristhitiyō̃ dvārā asantuṣhṭatā , kabhī svayã key|kī halchal dvārā asantuṣhṭatā aur kabhī chhōṭī-baṛī bātō̃ sē asantuṣhṭatā - isī chakra mē̃ chaltē aur nikaltē aur phir phanstē rahtē .
4So, today, BapDada was threading the garland with such jewels of contentment who constantly experience themselves being showered with golden flowers of contentment from BapDada in their every thought and word, in their relationship and connection with those in the gathering and in their every action.
13Aisī mālā bhī dēkhī . 14Tō tīn mālāyē̃ taiyār huī .
5They also constantly shower others with golden flowers of contentment.
15Maṇiyā̃ tō sabhī haĩ lēkin santuṣṭ-maṇiyō̃ key|kī jhalak aur dūsrē dō prakār K|kē maṇiyō̃ key|kī jhalak kyā hōgī , yah tō āp bhī jān saktē hō . 16Brahmā bāp bār-bār tīnō̃ mālāō̃ kō dēkhtē huē harṣhit bhī hō rahē thē , sāth-sāth prayatna kar rahē thē ki dūsrē number key|kī mālā key|kī maṇiyā̃ pahlī mālā mē̃ ā jāē̃ . 17Rūh-rūhān chal rahī thī . 18Kyōṅki dūsrī mālā key|kī kōī-kōī maṇi bahut thōṛī-sī asantuṣhṭatā key|kī chāyā-mātra K|kē kāraṇ pahlī mālā sē vañchit rah gayī hai , iskō parivartan kar kaisē bhī pahlī mālā mē̃ lāvē̃ .
6Out of all the souls everywhere, only a few such contented souls were visible.
19Ēk-ēk K|kē guṇ , viśhēṣhatāyē̃ , sēvā - sabkō sāmnē lātē bār-bār yahī bōlē ki iskō pahlī mālā mē̃ kar lē̃ . 20Aisī 25-30 K|kē karīb maṇiyā̃ thī jinkē ūpar brahmā bāp key|kī viśhēṣh rūh-rūhān chal rahī thī .
7The garland that was prepared was not big; it was a small garland. 8While repeatedly looking at the garland of the jewels of contentment BapDada was pleased because only such jewels of contentment become the garland around BapDada's neck.
21Brahmā bāp bōlē - pahlē number mālā mē̃ in maṇiyō̃ kō bhī ḍālnā chāhiē .
9They claim a right to the kingdom and also become the beads of the rosary that the devotees turn.
22Lēkin phir svayã hī muskarātē huē yahī bōlē ki bāp inhō̃ kō avaśhya pahlī mē̃ lākar hī dikhāyēṅgē . 23Tō aisī viśhēṣh maṇiyā̃ bhī thī .
10BapDada was also looking at the other children who are sometimes content and sometimes come under the shadow of the slightest thought of discontentment and then move away from it; they don't become trapped.
24Aisē rūh-rūhān chaltē huē ēk bāt nikalī ki asantuṣhṭatā kā viśhēṣh kāraṇ kyā hai ? 25Jabki saṅgamyug kā viśhēṣh vardān santuṣhṭatā hai , phir bhī vardātā sē vardān prāpt vardānī ātmāyē̃ dūsrē number key|kī mālā mē̃ kyō̃ ātī ?
11The third type of children sometimes have discontentment in their thoughts; they are sometimes discontent with themselves, sometimes discontent with adverse situations, sometimes discontent because of their own fluctuation and sometimes discontent with big and small situations.
26Santuṣhṭatā kā bīj sarv prāptiyā̃ haĩ . 27Asantuṣhṭatā kā bīj sthūl vā sūkṣhma aprāpti hai .
12They become caught up in this cycle, then become free from it and then become trapped again. 13Baba even saw such a garland.
28Jab brāhmaṇō̃ kā gāyan hai - aprāpta nahī̃ kōī vastu brāhmaṇō̃ K|kē khazānē mē̃ athavā brāhmaṇō̃ K|kē jīvan mē̃ ' , phir asantuṣhṭatā kyō̃ ? 29Kyā vardātā nē vardān dēnē mē̃ antar rakhā vā lēnē vālō̃ nē antar kar liyā , kyā huā ? 30Jab vardātā , dātā K|kē bhaṇḍār bharpūr haĩ , itnē bharpūr haĩ jō āpkē arthāt śhrēṣhṭh nimitt ātmāō̃ K|kē jō bahutkāl K|kē brahmākumār-brahmākumārī ban gayē , unhō̃ key|kī 21 janmō̃ key|kī vaṅśhāvalī aur phir unkē bhakta , bhaktō̃ key|kī bhī vaṅśhāvalī , vō bhī un prāptiyō̃ K|kē ādhār par chaltē rahē̃gē .
14So, three garlands were prepared.
31Itnī baṛī prāpti , phir bhī asantuṣhṭatā kyō̃ ? 32Akhuṭ khazānā sabhī kō prāpt hai - ēk hī dvārā , ēk hī jaisā , ēk hī samay , ēk hī vidhi sē .
15All are jewels, but you can also understand what the sparkle would be of those who are jewels of contentment and what it would be of those who are the other two types of jewel.
33Lēkin prāpt huē khazānē kō her|har samay kārya mē̃ nahī̃ lagātē arthāt smr̥iti mē̃ nahī̃ rakhtē . 34Mukh sē khuśh hōtē haĩ lēkin dil sē khuśh nahī̃ hōtē .
16While repeatedly looking at the garlands, Father Brahma was pleased and, at the same time, was trying to bring the jewels of the second number garland into the first number garland.
35Dimāg key|kī khuśhī hai , dil key|kī khuśhī nahī̃ , kāraṇ ? 36Prāptiyō̃ K|kē khazānō̃ kō smr̥itisvarūp ban kārya mē̃ nahī̃ lagātē . 37Smr̥iti rahtī hai lēkin smr̥itisvarūp mē̃ nahī̃ ātē .
17A hearttoheart conversation was taking place because some beads of the second garland were deprived of being in the first garland due to a slight shadow of discontentment, and they had to be transformed and somehow brought into the first garland.
38Prāpti bēhad kī hai lēkin unkō kahā̃-kahā̃ had key|kī prāpti mē̃ parivartan kar lētē hō .
18Whilst keeping in front each one's virtues, specialities and service, he repeatedly said only one thing: Let us bring this one into the first garland.
39Is kāraṇ had arthāt alpkāl key|kī prāpti key|kī ichchhā , bēhad key|kī prāpti K|kē phalsvarūp jō sadā santuṣhṭatā key|kī anubhūti hō , ussē vañchit kar dētī hai .
19There were about 25 to 30 such jewels about whom Father Brahma was having a special hearttoheart conversation. 20Father Brahma said: These beads should also be put in the number one garland.
40Had key|kī prāpti dilō̃ mē̃ had ḍāl dētī hai . 41Isliē asantuṣhṭatā key|kī anubhūti hōtī hai .
21However, he then smiled and said that the Father will definitely bring them into the first garland.
42Sēvā mē̃ had ḍāl dētē haĩ .
22There were also such special jewels.
43Kyōṅki had key|kī ichchhā kā phal man ichchhit phal nahī̃ prāpt hōtā .
23While such a hearttoheart conversation was taking place, one thing emerged as to the reason for discontentment.
44Had key|kī ichchhāō̃ kā phal alpkāl key|kī pūrti vālā hōtā hai . 45Isliē abhī-abhī santuṣhṭatā , abhī-abhī asantuṣhṭatā hō jātī hai .
24Since the special blessing of the confluence age is contentment, why do souls who have attained this blessing from the Bestower of Blessings come into the second garland?
46Had , bēhad kā naśhā anubhav karānē nahī̃ dētā .
25The seed of contentment is to have all attainments.
47Isliē , viśhēṣh check karō ki man key|kī arthāt svayã key|kī santuṣhṭatā , sarv key|kī santuṣhṭatā anubhav hōtī hai ? 48Santuṣhṭatā key|kī niśhānī - vah man sē , dil sē , sarv sē , bāp sē , drama sē santuṣhṭ hōṅgē ; unkē man aur tan mē̃ sadā prasannatā key|kī lahar dikhāī dēgī .
26The seed of discontentment is a lack of physical or subtle attainment. 27Since it is remembered of Brahmins that nothing is lacking in the treasurestore or the lives of Brahmins, then why is there discontentment? 28Is it that the Bestower of Blessings has made a difference in giving blessings or have those who have been given the blessings made a difference in taking them?
49Chāhē kōī bhī paristhiti ā jāē , chāhē kōī ātmā hisāb-kitāb chuktū karnē vālī sāmnā karnē bhī ātī rahē , chāhē śharīr kā karm-bhōg sāmnā karnē ātā rahē lēkin had key|kī kāmnā sē mukt ātmā santuṣhṭatā K|kē kāraṇ sadā prasannatā key|kī jhalak mē̃ chamaktā huā sitārā dikhāī dēgī . 50Prasannchitt kabhī kōī bāt mē̃ praśhnachitta nahī̃ hōṅgē . 51Praśhna haĩ tō prasann nahī̃ . 52Prasannchitt key|kī niśhānī - vah sadā niḥsvārthī aur sadā sabhī kō nirdōṣh anubhav karēgā ; kisī aur kē ūpar dōṣh nahī̃ rakhēgā - na bhāgyavidhātā kē ūpar ki mērā bhāgya aisā banāyā , na drama par ki mērā drama mē̃ hī part aisā hai , na vyakti par ki iskā svabhāv-sanskār aisā hai , na prakr̥iti kē ūpar ki prakr̥iti kā vāyumaṇḍal aisā hai , na śharīr K|kē hisābakitāb par ki mērā śharīr hī aisā hai .
29What happened?
53Prasannchitt arthāt sadā niḥsvārth , nirdōṣh vr̥itti-dr̥iṣhṭi vālē .
30The treasure store of the Bestower of Blessings and the Bestower is full.
54Tō saṅgamyug key|kī viśhēṣhtā santuṣhṭatā ' hai aur santuṣhṭatā key|kī niśhānī prasannatā ' hai . 55Yah hai brāhmaṇ jīvan key|kī viśhēṣh prāpti . 56Santuṣhṭatā nahī̃ , prasannatā nahī̃ tō brāhmaṇ bannē kā lābh nahī̃ liyā .
31It is so full that your dynasty lasts for 21 births, that is, the dynasty of the elevated instrument souls who have become BKs over a long period of time, and also the dynasty of the devotees continue to move on the basis of these attainments.
57Brāhmaṇ jīvan kā sukh hai hī santuṣhṭatā , prasannatā .
32When there is such great attainment, why would there be discontentment?
58Brāhmaṇ jīvan banī aur uskā sukh nahī̃ liyā tō nāmdhārī brāhmaṇ huē vā prāpti svarūp brāhmaṇ huē ?
33Everyone has attained the same limitless treasures from the One, at the same time and through the same method.
59Tō bāpdādā sabhī brāhmaṇ bachchō̃ kō yahī smr̥iti dilā rahē haĩ - brāhmaṇ banē , ahō bhāgya !
34However, you don't use at all times the treasures you have attained, that is, you don't keep them in your awareness.
60Lēkin brāhmaṇ jīvan kā varsā , property santuṣhṭatā ' hai .
35You become happy speaking about them, but you are not happy in your heart.
61Aur brāhmaṇ jīvan key|kī parsanalṭī ( P e r s o n a l i t y ) prasannatā ' hai .
36There is happiness intellectually, but not in the heart. 37What is the reason?
62Is anubhav sē kabhī vañchit nahī̃ rahnā . 63Adhikārī hō .
38You don't use the treasures of attainment as an embodiment of that awareness.
64Jab dātā , vardātā khulī dil sē prāptiyō̃ kā khazānā dē rahē haĩ , dē diyā hai tō khūb apnī property aur parsanalṭī kō anubhav mē̃ lāō , aurō̃ kō bhī anubhavī banāō . 65Samjhā ? 66Har ēk apnē sē pūchhē ki maĩ kis number key|kī mālā mē̃ hū̃ ?
39You are aware of them, but you don't become an embodiment of that awareness. 40The attainment is unlimited but you sometimes make it limited, and, because of this, the desire for some limited attainment deprives you of the experience of constant contentment, which is the result of unlimited attainment.
67Mālā mē̃ tō hai hī lēkin kis number key|kī mālā mē̃ hū̃ .
41Limited attainment puts limitations on your heart.
68Achchhā . 69Āj rājasthān aur U|you . pī|P . group hai .
42This is why there is the experience of discontentment.
70Rājasthān arthāt rājāī saṅskār vālē , her|har saṅkalp mē̃ , svarūp mē̃ rājāī saṅskār practical mē̃ lānē vālē arthāt pratyakṣha dikhānē vālē .
43You then bring limitations into service because the fruit of limited desires is that you don't attain the fruit you want.
71Iskō kahtē haĩ rājasthān nivāsī . 72Aisē hō nā ? 73Kabhī prajā tō nahī̃ ban jātē hō nā ?
44The fruit of limited desires only brings fulfillment for a temporary period.
74Agar vaśhībhūt hō gayē tō prajā kahē̃gē , mālik haĩ tō rājā .
45This is why there is sometimes contentment and at other times discontentment.
75Aisē nahī̃ ki kabhī rājā , kabhī prajā . 76Nahī̃ .
46Limitations do not allow you to experience unlimited intoxication.
77Sadā rājāī saṅskār svataḥ hī smr̥iti-svarūp mē̃ hō̃ . 78Aisē rājasthān nivāsī bachchō̃ kā mahattva bhī hai .
47Therefore, especially check whether you have contentment of the mind, that is, contentment within the self and contentment with others.
79Rājā kō sadaiv sabhī ūñchī najar sē dēkhē̃gē aur sthān bhī rājā kō ū̃chā dēgē . 80Rājā sadaiv takht par baiṭhēgā , prajā sadaiv nīchē .
48The sign of contentment is that they will be content in their mind, in their heart, with everyone, with the Father and with the drama.
81Tō rājasthān K|kē rājāī saṅskār vālī ātmāyē̃ arthāt sadā ūñchī sthiti K|kē sthān par rahnē vālē . 82Aisē ban gayē hō vā ban rahē hō ? 83Banē haĩ aur sampann bannā hī hai . 84Rājasthān key|kī mahimā cum|kam nahī̃ hai .
49Waves of satisfaction will also be visible in their mind and body, regardless of whether any adverse situation arises, whether any souls come to oppose them to settle their karmic accounts, whether the physical suffering of karma comes to the body.
85Sthāpanā kā headquarter hī rājasthān mē̃ hai . 86Tō ū̃chē hō gayē nā . 87Nām sē bhī ū̃chē , kām sē bhī ū̃chē .
50Because a soul who is free from limited desires is content, he will be visible as a star sparkling with the sparkle of satisfaction.
88Aisē rājasthān K|kē bachchē apnē ghar mē̃ pahũchē haĩ . 89Samjhā ?
51Those who are satisfied will never ask questions in any situation.
90U|you . pī|P . key|kī bhūmi viśhēṣh pāvan-bhūmi gāī huī hai .
52When they are satisfied, they have no questions.
91Pāvan karnē vālī bhaktimārg key|kī gaṅgā nadī bhī vahā̃ hai aur bhakti K|kē hisāb sē kr̥iṣhṇa key|kī bhūmi bhī U|you . pī|P . mē̃ hī hai .
53The sign of those who are satisfied is that they are always altruistic and always experience everyone to be blameless.
92Bhūmi key|kī mahimā bahut hai .
54They do not blame anyone.
93Kr̥iṣhṇa līlā , janmabhūmi dēkhnī hōgī tō bhī U|you . pī|P . mē̃ hī jāyēṅgē . 94Tō U|you . pī|P . vālō̃ key|kī viśhēṣhtā hai . 95Sadā pāvan ban aur pāvan banānē key|kī viśhēṣhtā sampann haĩ . 96Jaisē bāp key|kī mahimā hai patit pāvan … U|you . pī|P . vālō̃ key|kī bhī mahimā bāp samān hai .
55They do not blame the Bestower of Fortune that He created such a fortune for them; they do not blame the drama that such is their part in the drama; they do not blame any person that his nature and sanskars are like that; they do not blame nature that the atmosphere is like that; they do not blame their body that their body is like that.
97Patit-pāvnī ātmāyē̃ hō . 98Bhāgya kā sitārā chamak rahā hai . 99Aisē bhāgyavān sthān aur sthiti - dōnō̃ key|kī mahimā hai .
56To be satisfied means to be constantly altruistic and to have an attitude and vision that are free from blaming anyone.
100 sadā pāvan ' - yah hai sthiti key|kī mahimā . 101Tō aisē bhāgyavān apnē kō samajhtē hō ?
57So, the speciality of the confluence age is contentment and the sign of contentment is satisfaction.
102Sadā apnē bhāgya kō dēkh harṣhit hōtē svayã bhī sadā harṣhit aur dūsrō̃ kō bhī harṣhit banātē chalō .
58This is the special attainment of Brahmin life. 59If there isn't contentment and satisfaction, then you haven't taken the benefit of Brahmin life.
103Kyōṅki harṣhit-mukh svataḥ hī ākarṣitamūrta hōtē haĩ .
60The happiness of Brahmin life is contentment and satisfaction.
104Jaisē sthūl nadī apnē taraph khīñchtī hai nā , khīñchkar yātrī jātē haĩ . 105Chāhē kitnā bhī kaṣhṭa uṭhānā paṛē , phir bhī pāvan hōnē kā ākarṣhaṇ khīñch lētā hai .
61If you lead a Brahmin life and do not experience the happiness of that, then, are you only a Brahmin in name or are you a Brahmin who is an embodiment of attainment?
106Tō yah pāvan banānē K|kē kārya kā yādgār U|you . pī|P . mē̃ hai . 107Aisē hī harṣhit aur ākarṣitamūrta bannā hai .
62So, BapDada is reminding all Brahmin children: You have become Brahmins and that is great fortune.
108Samjhā ? 109Tīsrā group double vidēśhiyō̃ kā bhī hai . 110Double vidēśhī arthāt sadā vidēśhī bāp kō ākarṣhit karnē vālē , kyōṅki samān haĩ nā .
63However, the inheritance and property of Brahmin life is contentment and the personality of Brahmin life is satisfaction.
111Bāp bhī vidēśhī hai , āp bhī vidēśhī hō .
64Never remain deprived of this experience.
112Ham śarīk pyārē hōtē haĩ .
65You have a right to it.
113Mā̃-bāp sē bhī phrēṇḍsa jyādā pyārē lagtē haĩ . 114Tō double vidēśhī bāp samān sadā is dēh aur dēh K|kē ākarṣhaṇ sē parē vidēśhī haĩ , aśharīrī haĩ , avyakt haĩ . 115Tō bāp apnē samān aśharīrī , avyakt sthiti vālē bachchō̃ kō dēkh harṣhit hōtē haĩ .
66Since the Bestower and the Bestower of Blessings is giving to you the treasures of attainment with an open heart, since He has already given these to you, then you have to experience your property and personality a great deal. 67Also make others experience them.
116Race bhī achchhī kar rahē haĩ .
68Do you understand?
117Sēvā mē̃ bhinn-bhinn sādhan aur bhinn-bhinn vidhi sē āgē baṛhnē key|kī race achchhī kar rahē haĩ .
69Each one of you can ask yourself: In which number garland am I? 70You are all in a garland but in which number garland are you?
118Vidhi bhī apnātē aur vr̥iddhi bhī kar rahē haĩ .
71Achcha. 72Today, it is the turn of the Rajasthan and UP groups.
119Isliē , bāpdādā chārō̃ ōr K|kē double vidēśhī bachchō̃ kō sēvā key|kī badhāī bhī dētē aur sva K|kē vr̥iddhi key|kī smr̥iti bhī dilātē haĩ .
73Rajasthan means those with the sanskars of a kingdom (of ruling), those who put the sanskars of ruling into their every thought and form in a practical way, that is, those who reveal them.
120Sva key|kī unnati mē̃ sadā uṛtī kalā dvārā uṛtē chalō .
74This is called being a resident of Rajasthan. 75You are like this, are you not?
121Svaunnati aur sēvā key|kī unnati K|kē balance dvārā sadā bāp K|kē blessing K|kē adhikārī haĩ aur sadā rahē̃gē .
76You don't sometimes become subjects, do you? 77If you become influenced, you would be called subjects; if you are the master then you are the king.
122Achchhā . 123Chauthā group hai bākī madhuban nivāsī . 124Vah tō sadā haĩ hī .
78It should not be that you are sometimes the king and sometimes the subject; no.
125Jō dil par sō cul par , jō cul par sō dil par .
79Always have the sanskars of ruling naturally in your awareness.
126Sabsē jyādā vidhipūrvak brahmā bhōjan bhī madhuban mē̃ hōtā .
80There is importance of such children who are residents of Rajasthan.
127Sabsē sikīladhē bhī madhuban nivāsī haĩ . 128Sab function bhī madhuban mē̃ hōtē .
81Everyone always regards a king with elevated vision, and they would always give the king a high position.
129Sabsē , direct muraliyā̃ bhī , jyādā madhuban vālē hī suntē .
82A king would always sit on a throne and the subjects would sit below him.
130Tō madhuban nivāsī sadā śhrēṣhṭh bhāgya K|kē adhikārī ātmāyē̃ haĩ . 131Sēvā bhī dil sē kartē haĩ .
83So, the souls from Rajasthan with the sanskars of ruling means those who always stay in the high position of a high stage.
132Isliē madhuban nivāsiyō̃ kō bāpdādā aur sarv brāhmaṇō̃ key|kī man sē āśhīrvād prāpt hōtī rahtī hai . 133Achchhā .
84Have you become like that or are you becoming that? 85You have become that and you definitely have to become complete. 86The praise of Rajasthan is no less.
134Chārō̃ ōr key|kī sarv bāpdādā key|kī viśhēṣh santuṣhṭamaṇiyō̃ kō bāpdādā key|kī viśhēṣh yādpyār . 135Sāth-sāth sarv bhāgyaśhālī brāhmaṇ jīvan prāpt karnē vālē kōṭō̃ mē̃ kōī , kōī mē̃ bhī kōī sikīladhē ātmāō̃ kō , bāpdādā K|kē śhubh saṅkalp kō sampann karnē vālī ātmāō̃ kō , saṅgamyugī brāhmaṇ jīvan key|kī property K|kē sampūrṇ adhikār prāpt karnē vālī ātmāō̃ kō vidhātā aur vardātā bāpdādā key|kī bahut-bahut yādpyār svīkār hō . 136Dādī jānkī jī ēvã dādī chandramaṇi jī sēvāō̃ par jānē key|kī chhuṭṭī bāpdādā sē lē rahī haĩ
87The headquarters of this establishment is in Rajasthan.
137Jā rahī hō yā samā rahī hō ?
88So, you are elevated, are you not?
138Jāō yā āō lēkin sadā samāī huī hō .
89You are high in name and high in your task.
139Bāpdādā ananya bachchō̃ kō kabhī alag dēkhtē hī nahī̃ haĩ .
90The children of such a land of kings (Rajasthan) have come to their home.
140Chāhē ākār mē̃ , chāhē sākār mē̃ sadā sāth haĩ .
91Do you understand? 92The land of UP is especially remembered as a pure land.
141Kyōṅki sirph mahāvīr bachchē hī haĩ jō yah vāydā nibhātē haĩ ki her|har samay sāth rahē̃gē , sāth chalē̃gē .
93The River Ganges that purifies everyone is also there and, in terms of bhakti, the land of Krishna is also in UP.
142Bahut thōṛē yah vāydā nibhātē haĩ .
94There is a lot of praise of that land.
143Isliē , aisē mahāvīr bachchē , ananya bachchē jahā̃ bhī jātē bāp kō sāth lē jātē haĩ aur bāp sadā vatan mē̃ bhī sāth rakhtē haĩ .
95If anyone wants to see the divine activities of Krishna or his birthplace they go to UP. 96So the speciality of those from UP is to be constantly pure and to make others pure.
144Her|har kadam mē̃ sāth dētē . 145Isliē jā rahī hō , ā rahī hō - kyā kahē̃gē ?
97Just as the Father's praise is that He is the Purifier, so the praise of those from UP is the same as the Father's.
146Isīliē kahā ki jā rahī hō yā samā rahī hō .
98You are purifier souls. 99The star of fortune is sparkling.
147Aisē hī sāth rahtē-rahtē samān ban samā jāyēgī .
100There is praise of such a fortunate place and stage.
148Ghar mē̃ thōṛē samay kē liē rest karē̃gī , sāth rahē̃gī .
101"Always pure" is the praise of your stage.
149Phir āp rājya karnā aur bāp ūpar sē dēkhē̃gē .
102So, do you consider yourselves to be fortunate in this way?
150Lēkin sāth kā thōṛē samay kā anubhav karnā . 151Achchhā .
103You are those who are always happy. 104Seeing your fortune, remain cheerful.
152 ( āj bābā āpnē kamāl key|kī mālā banāī ) 153Āp lōg bhī tō mālā banātē hō nā . 154Mālā abhī tō chhōṭī hai .
105You yourselves remain cheerful and continue to make others cheerful because a cheerful face is automatically a face that attracts.
155Abhī baṛī banēgī . 156Abhī jō thōṛā kabhī-kabhī bēhōśh hō jātē haĩ , unhē̃ thōṛē samay mē̃ prakr̥iti kā vā samay kā āvāj hōśh mē̃ lē āyēgā ; phir mālā baṛī ban jāyēgī .
106It is the same as a physical river that draws people to itself. 107Pilgrims are pulled to go there. 108No matter how many difficulties they have to face, they are still pulled with the attraction of becoming pure.
157Achchhā . 158Jahā̃ bhī jāō bāp K|kē vardānī tō hō hī .
109So, the memorial of the task of making others pure is in UP.
159Āpkē her|har kadam sē bāp kā vardān sabkō miltā rahēgā .
110Similarly, also become cheerful and an image that attracts. 111Do you understand?
160Dēkhē̃gē tō bhī bāp kā vardān dr̥iṣhṭi sē lē̃gē , bōlē̃gē tō bōl sē vardān lē̃gē , karma sē bhī vardān hī lē̃gē .
112The third group is of double foreigners. 113Double foreigners means those who attract the Father who is always the Foreigner because you are equal.
161Chaltē-phirtē vardānō̃ key|kī varṣhā karnē kē liē jā rahī hō .
114The Father is from a foreign land and you are also from foreign lands.
162Abhī jō ātmāyē̃ ā rahī haĩ , unkō vardān key|kī va mahādān key|kī hī āvaśhyaktā hai .
115There is love for your equals. 116Friends are loved even more than parents.
163Āp lōgō̃ kā jānā arthāt khulē dil sē unhō̃ kō bāp K|kē vardān milnā . 164Achchhā .
117So double foreigners are like the Father, always beyond the body and the attraction of the body.
165Double vidēśhī bhāī-bahinō̃ sē - double vidēśhī arthāt sadā apnē svasva rūp , svadēśh , svarājya K|kē smr̥iti mē̃ rahnē vālē .
118You are foreigners, bodiless and avyakt. 119So, the Father is pleased to see His children who are equal to Him, those who are bodiless and have the avyakt stage.
166Double vidēśhiyō̃ kō viśhēṣh kaunsī sēvā karnī hai ? 167Abhī silence key|kī śhakti kā anubhav viśhēṣh rūp sē ātmāō̃ kō karānā .
120You are racing well. 121You are racing well in service using various facilities and various methods of moving forward. 122You adopt the methods and also make progress.
168Yah bhī viśhēṣh sēvā hai . 169Jaisē science key|kī power nāmīgrāmī hai nā . 170Bachchē-bachchē kō mālūm hai ki science kyā hai .
123This is why BapDada is giving all the double foreign children from everywhere many congratulations and is also reminding you all of the awareness of selfprogress.
171Aisē silence power , science sē bhī ūñchī hai . 172Vah din bhī ānā hai .
124Always continue to fly with the flying stage in your selfprogress.
173Silence K|kē power key|kī pratyakṣhatā arthāt bāp key|kī pratyakṣhatā . 174Jaisē science pratyakṣha proof dikhātī hai - vaisē silence power kā practical proof hai - āp sabkā jīvan .
125You always have a right to blessings from the Father through having a balance of your self progress and progress in service, and you will always have this right. 126Achcha. 127The fourth group that remains are the Madhuban residents.
175Jab itnē sab practical proof dikhāī dēgē tō na chāhtē huē sabhī key|kī najar mē̃ sahaj ā jāyēṅgē̃ .
128They are always here. 129Those who are in the heart are in the hearth. 130Those who are at the hearth are in the heart.
176Jaisē yah ( pichhlē varṣh ) peace|pīs kā kārya kiyā nā , iskō stage par practical mē̃ dikhāyā .
131Madhuban is where the maximum Brahma Bhojan is prepared in the right way with discipline.
177Aisē hī calatēphiratē peace|pīs K|kē model dikhāī dē̃ tō science vālō̃ key|kī bhī najar silence vālō̃ kē ūpar avaśhya jāyēgī .
132Those from Madhuban are the most beloved longlost and nowfound ones. 133All the functions take place in Madhuban.
178Samjhā ? 179Science key|kī invention vidēśh mē̃ jyādā hōtī hai .
134It is those from Madhuban who listen to most of the murlis directly.
180Tō silence K|kē power kā āvāj bhī vahā̃ sē sahaj phailēgā .
135So, the residents of Madhuban are those who always have a right to elevated fortune.
181Sēvā kā lakṣhya tō hai hī , sabhī kō umaṅg-utsāh bhī hai . 182Sēvā K|kē binā rah nahī̃ saktē .
136You serve from your heart. 137This is why Madhuban residents continue to receive blessings from BapDada and all the Brahmins from their heart.
183Jaisē bhōjan K|kē binā rah nahī̃ saktē , aisē sēvā K|kē binā bhī rah nahī̃ saktē . 184Isliē bāpdādā khuśh hai . 185Achchhā .
138Achcha. 139To all of BapDada's special jewels of contentment who have come from everywhere, special love and remembrance from BapDada.
186U|you . pī|P tathā rājasthān group sē bāpdādā key|kī alag-alag mulākāt - svadarśhan chakradhārī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ ban gayē , aisē anubhav kartē hō ? 187Sva kā darśhan hō gayā nā ? 188Apnē āpkō jānnā arthāt sva kā darśhan hōnā aur chakra kā gyān jānnā arthāt svadarśhan chakradhārī bannā . 189Jab svadarśhan chakradhārī bantē haĩ tō aur sab chakra samāpt hō jātē haĩ .
140As well as that, to the few fortunate souls out of multimillions and to the handful of souls from those few longlost and nowfound souls who have attained the Brahmin life, to the souls who fulfil BapDada's pure thoughts, to the souls who attain the complete right to the property of the confluenceaged Brahmin life, please accept lots and lots of love and remembrance from BapDada, the Bestower of Fortune and the Bestower of Blessings.
190Dēhbhān kā chakra , sambandh kā chakra samasyāō̃ kā chakra - māyā K|kē kitnē chakra haĩ !
141Dadi Janki and Dadi Chandermani taking leave from BapDada to go on service:
191Lēkin svadarśhan-chakradhārī bannē sē yah sab chakra samāpt hō jātē haĩ , sab chakrō̃ sē nikal ātē haĩ .
142Are you going or are you merging Baba in yourself? 143Whether you are going or coming, you are always merged.
192Nahī̃ tō jāl mē̃ phans jātē haĩ .
144BapDada never sees the special children as separate.
193Tō pahlē phansē huē thē , ab nikal gayē . 19463 janm tō anēk chakrō̃ mē̃ phanstē rahē aur is samay in chakrō̃ sē nikal āyē , tō phir phansnā nahī̃ hai .
145Whether in the subtle or the physical form, you are always with Baba because it is only the mahavir children who fulfil the promise of being with the Father at every moment and of going back with Him.
195Anubhav karkē dēkh liyā nā ?
146Very few fulfil this promise.
196Anēk chakrō̃ mē̃ phansnē sē sab kuchh ganvā diyā aur svadarśhan-chakradhārī bannē sē bāp milā tō sab kuchh milā .
147This is why wherever such specially beloved mahavir children go, they take the Father with them and the Father always keeps them with Him in the subtle region.
197Tō sadā svadarśhan-chakradhārī ban , māyājīt ban āgē baṛhtē chalō .
148He gives His company at every step. 149Therefore, what would you say?
198Issē sadā halkē rahē̃gē , kisī bhī prakār kā bōjh anubhav nahī̃ hōgā .
150Are you going or coming? 151This is why Baba asked whether you are going or merging Baba in you.
199Bōjh hī nīchē lē ātā hai aur halkā hōnē sē ū̃chē uṛtē rahē̃gē .
152By always staying together in this way, you will become equal and become merged.
200Tō uṛnē vālē hō nā ? 201Kamzōr tō nahī̃ ? 202Agar ēk bhī paṅkh kamzōr hōgā tō nīchē lē āyēgā , uṛnē nahī̃ dēgā .
153You will rest at home for a short while and stay with the Father and will then rule the kingdom while the Father watches from up above.
203Isliē , dōnō̃ hī paṅkh majbūt hō̃ tō svataḥ uṛtē rahē̃gē .
154However, experience the companionship of His company for a short time.
204Svadarśhan-chakradhārī bannā arthāt uṛtī kalā mē̃ jānā .
155Achcha. 156(Baba, today, you created a wonderful garland.)
205Achchhā . 206Rājyōgī , śhrēṣhṭh yōgī ātmāyē̃ hō nā ?
157You people also create a garland, do you not?
207Sādhāraṇ jīvan sē sahajyōgī , rājyōgī ban gayē .
158The garland is still small; a big one will be created.
208Aisī śhrēṣhṭh yōgī ātmāyē̃ sadā hī atīindriy sukh K|kē jhūlē mē̃ jhūltī haĩ .
159Those who have now become a little unconscious will be brought back into consciousness by nature or time in a short while.
209Haṭhyōgī yōg dvārā śharīr kō ū̃chā uṭhātē haĩ aur uṛnē kā abhyās kartē haĩ .
160Then the garland will become big. 161Achcha. 162Wherever you go, you have already received blessings from the Father.
210Vāstav mē̃ āp rājyōgī ūñchī sthiti kā anubhav kartē hō .
163Everyone will continue to receive blessings from the Father through your every step.
211Iskō hī kāpī karkē vō śharīr kō ū̃chā uṭhātē haĩ .
164When you look at them, they will take the Father's blessings through your drishti.
212Lēkin āp kahā̃ bhī rahtē ūñchī sthiti mē̃ rahtē hō , isliē kahtē haĩ - yōgī ū̃chā rahtē haĩ .
165When you speak, they will take blessings through your words and they will also take blessings through your actions.
213Tō man key|kī sthiti kā sthān ū̃chā hai . 214Kyōṅki double light ban gayē hō .
166You are going to shower blessings on them as you walk and move.
215Vaisē bhī phariśhtō̃ kē liē kahā jātā ki phariśhtō̃ K|kē pāṅw dharnī par nahī̃ hōtē .
167All the souls that are coming now need blessings and the great donation.
216Phariśhtā arthāt jiskā buddhi rūpī pāṅw dhartī par na hō , dēhbhān mē̃ na hō .
168For you to go, means for them to be given the Father's blessings from an open heart. 169Achcha.
217Dēhbhān sē sadā ū̃chē - aisē phariśhtē arthāt rājyōgī ban gayē . 218Abhī is purānī duniyā sē kōī lagāv nahī̃ .
170Blessing: May you be a soul with the fortune of happiness and constantly experience happiness by using all your treasures all the time.
219Sēvā karnā alag chīz hai lēkin lagāv na hō . 220Yōgī bannā arthāt bāp aur maĩ , tīsrā na kōī .
171As soon as you take Brahmin birth you receive many elevated treasures of happiness for the whole day from BapDada.
221Tō sadā isī smr̥iti mē̃ rahō ki ham rājyōgī , sadā phariśhtā haĩ .
172This is why, even just hearing your name, devotee souls now experience temporary happiness.
222Is smr̥iti sē sadā āgē baṛhtē rahē̃gē .
173Seeing your nonliving images, they begin to dance in happiness.
223Rājyōgī sadā bēhad kā mālik haĩ , had K|kē mālik nahī̃ .
174In that way, all of you have the fortune of happiness.
224Had sē nikal gayē . 225Bēhad kā adhikār mil gayā - isī khuśhī mē̃ rahō .
175You have received many treasures, but you simply have to use them at the right time.
226Jaisē bēhad kā bāp hai , vaisē bēhad key|kī khuśhī mē̃ rahō , naśhē mē̃ rahō . 227Achchhā .
176Always keep the key in front of you, that is, always keep it in your awareness.
228Vidāī K|kē samay 229Sabhī amr̥itvēlē K|kē vardānī bachchō̃ kō vardātā bāp key|kī sunahrī yādpyār svīkār hō . 230Sāth-sāth sunahrī duniyā banānē key|kī sēvā K|kē sadā plan manan karnē vālē aur sadā sēvā mē̃ dil va jān , sik va prēm sē , tan-man-dhan sē sahyōgī ātmāyē̃ , sabhī kō bāpdādā goodmorning , diamond morning kar rahē haĩ aur sadā diamond ban is diamond yug key|kī viśhēṣhtā kō vardān aur varsē mē̃ lēkar svayã bhī sunahrī sthiti mē̃ sthit rahē̃gē aur aurō̃ kō bhī aisē hī anubhav karātē rahē̃gē .
177Then put that awareness into a practical form and you will continue to experience constant happiness.
231Tō chārō̃ ōr K|kē double hīrō̃ bachchō̃ kō diamond morning .
178Slogan: You are the lights of the clan who ignite the lamp of the Father's elevated hopes.
232Achchhā .
179* * * O M S H A N T I* * *