गुरुवार 29 अक्टूबर 1987 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 129-10-87 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 29-10-87 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Tan , man , dhan aur sambandh key|kī śhakti
1The powers of the body, mind, wealth and relationships.
3 sadā svastha bhav ' kā vardān dēnē vālē , sarvśhaktivān śhivbābā apnē vatsō̃ prati bōlē
2Today, the Almighty Authority Father is looking at His powerful children. 3Every Brahmin soul has become powerful, but numberwise.
4Āj sarvśhaktivān bāp apnē śhaktiśhālī bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .
4All the powers are the Father's inheritance and the blessing of the Bestower of Blessings.
5Har ēk brāhmaṇ ātmā śhaktiśhālī banī hai lēkin number-vār hai . 6Sarv śhaktiyā̃ bāp kā varsā aur vardātā kā vardān haĩ .
5Through the double relationship of the Father and the Bestower of Blessings, every child has this elevated attainment from birth.
7Bāp aur vardātā - in double sambandh sē harēk bachchē kō yah śhrēṣhṭh prāpti janm sē hī hōtī hai .
6From birth, the Father gives you a right to all the powers, that is, He gives you your birthright.
8Janm sē hī bāp sarv śhaktiyō̃ kā arthāt janma-siddh adhikār kā adhikārī banā dētā hai , sāth-sāth vardātā K|kē nātē sē janm hōtē hī master sarvśhaktivān banāē sarv śhakti bhav ' kā vardān dē dētē haĩ .
7Along with that, as the Bestower of Blessings, as soon as you take birth He makes you a master almighty authority and gives you the blessing of "May you have all powers." 8All the children receive the double right equally from the One, but the power to imbibe it makes you numberwise.
9Sabhī bachchō̃ kō ēk dvārā ēk jaisā hī double adhikār miltā hai lēkin dhāraṇ karnē key|kī śhakti number-vār banā dētī hai .
9The Father makes all the children constantly full of all powers, but children become powerful according to their capacity.
10Bāp sabhī kō sadā aur sarv śhaktiśhālī banātē haĩ lēkin bachchē yathā-śhakti ban jātē haĩ .
10Generally, whether in worldly life or spiritual life, the powers are the basis of success.
11Vaisē laukik jīvan mē̃ vā alaukik jīvan mē̃ saphaltā kā ādhār śhaktiyā̃ hī haĩ .
11The more powers you have, the more success you achieve. 12The main powers are of the body, mind, wealth and relationships.
12Jitnī śhaktiyā̃ , utnī saphaltā .
13All four are essential.
13Mukhya śhaktiyā̃ haĩ - tan key|kī , man key|kī , dhan key|kī aur sambandh key|kī . 14Chārō̃ hī āvaśhyak haĩ .
14If even one power of the four is missing, then there is not constant and total success in life.
15Agar chār mē̃ sē ēk bhī śhakti cum|kam hai tō jīvan mē̃ sadā va sarv saphaltā nahī̃ hōtī . 16Alaukik jīvan mē̃ bhī chārō̃ hī śhaktiyā̃ āvaśhyak hai .
15In spiritual life too, all four powers are essential. 16In this spiritual life, the good health of both the soul and matter is essential.
17Is alaukik jīvan mē̃ ātmā aur prakr̥iti dōnō̃ key|kī tandarūstī āvaśhyak hai . 18Jab ātmā svastha hai tō tan kā hisāb-kitāb vā tan kā rōg sūlī sē kāṇṭā bannē K|kē kāraṇ , sva-sthiti K|kē kāraṇ svastha anubhav kartā hai .
17When the soul is healthy, then, because the accounts of the body or illness of the body become, from a crucifix, like a thorn through your own stage, you experience yourself to be healthy. 18Then, there are no signs of illness or suffering on your face.
19Unkē mukh par , chēhrē par bīmārī K|kē kaṣhṭa K|kē chinh nahī̃ rahtē . 20Mukh par kabhī bīmārī kā varṇan nahī̃ hōtā , karmabhōg K|kē varṇan kē badlē karmyōg key|kī sthiti kā varṇan kartē haĩ .
19You don't even speak about your illness, and, instead of speaking about the suffering of karma, you speak of the stage of karma yoga because speaking of the illness would become the cause of the illness increasing.
21Kyōṅki bīmārī kā varṇan bhī bīmārī key|kī vr̥iddhi karnē kā kāraṇ ban jātā hai .
20Such a soul will never experience suffering of an illness, nor will he spread a wave of sorrow by speaking of his suffering.
22Vah kabhī bhī bīmārī K|kē kaṣhṭa kā anubhav nahī̃ karēgā , na dūsrē kō kaṣhṭa sunākar kaṣhṭa key|kī lahar phailāyēgā .
21Instead, with the power of transformation, he will transform the suffering into contentment; he will remain content and spread a wave of contentment in others.
23Aur hī parivartan key|kī śhakti sē kaṣhṭa kō santuṣhṭatā mē̃ parivartan kar santuṣhṭ rah aurō̃ mē̃ bhī santuṣhṭatā key|kī lahar phailāyēgā .
22That is, he will become a master almighty authority and with the blessing of powers, use the power to tolerate or the power to accommodate according to the time.
24Arthāt master sarvśhaktivān ban śhaktiyō̃ K|kē vardān mē̃ sē samay pramāṇ sahan śhakti , samānē key|kī śhakti prayōg karēgā aur samay par śhaktiyō̃ kā vardān vā varsā kārya mē̃ lānā - yahī uskē liē vardān arthāt duā davāī kā kām kar dētī hai .
23When you use the blessing or inheritance of powers that you receive from the Almighty Authority Father at the time of need, these blessings or good wishes work like medicine for you, because all these powers can co operate with you in whatever form you need, according to the situation, the time and the way you want to use them.
25Kyōṅki sarvśhaktivān bāp dvārā jō sarvśhaktiyā̃ prāpt haĩ vah jaisī paristhiti , jaisā samay aur jis vidhi sē āp kārya mē̃ lagānā chāhō , vaisē hī rūp sē yah śhaktiyā̃ āpkī sahyōgī ban saktī haĩ .
24You can imbibe these powers or blessings from God in whatever way you want: one minute in the form of coolness, one minute in the form of burning. 25They can give you the experience of the coolness of water and also the experience of burning in a fire; they can work like medicine and also like nourishing food to make you powerful.
26In śhaktiyō̃ kō vā prabhu-vardān kō jis rūp mē̃ chāhē vah rūp dhāraṇ kar saktē haĩ .
26Just become an authority to use these powers at the right time. 27All these powers are servers of you master almighty authorities.
27Abhī-abhī śhītaltā K|kē rūp mē̃ , abhī-abhī jalānē K|kē rūp mē̃ .
28Whenever you order any one of them, it will say, "Yes, my lord", and co operate with you.
28Pānī key|kī śhītaltā kā bhī anubhav karā saktē tō āg K|kē jalānē kā bhī anubhav karā saktē ; davāī kā bhī kām kar saktā aur śhaktiśhālī banānē kā mājūn kā bhī kām kar saktā .
29However, those who take service from them also have to be just as clever. 30So, you can constantly experience the power of the body on the basis of soul power, that is, you can experience always being healthy.
29Sirph samay par kārya mē̃ lagānē key|kī authority banō .
31This alokik Brahmin life is a constantly healthy life.
30Yah sarvśhaktiyā̃ āp master sarvśhaktivān key|kī sēvādhārī haĩ .
32You have received the blessing of "May you always be healthy" from the Bestower of Blessings.
31Jab jiskō order karō , vah hājar hajūr ' kah sahyōgī banēgī lēkin sēvā lēnē vālē bhī itnē catur-sujān chāhiē .
33BapDada sees that some children at a time of need are not able to use or take benefit from the blessings they have received.
32Tō tan key|kī śhakti ātmik śikta K|kē ādhār par sadā anubhav kar saktē hō arthāt sadā svastha rahnē kā anubhav kar saktē hō .
34Or, it can be said that they are unable to take service from these powers, their servers, with that unlimitedness and with an unlimited intellect.
33Yah alaukik brāhmaṇ jīvan hai hī sadā svastha jīvan .
35The stage of being a master almighty authority is not a small thing.
34Vardātā sē sadā svastha bhav ' kā vardān milā huā hai .
36It is an elevated stage and it is also a supreme title from the Supreme Soul.
35Bāpdādā dēkhtē haĩ ki prāpt huē vardānō̃ kō kaī bachchē samay par kārya mē̃ lagākar lābh nahī̃ lē saktē haĩ vā yah kahē̃ ki śhaktiyō̃ arthāt sēvādhāriyō̃ sē apnī viśhāltā aur viśhāl buddhi dvārā sēvā nahī̃ lē pātē haĩ .
37How much intoxication do you have of this title? 38The title makes so many tasks successful. 39So, this is a title from God; it is filled with so much happiness and power. 40If you remain seated on the seat of the stage of this title, you will experience all these powers to be always ready to serve you.
36 master sarvśhaktivān ' - yah sthiti kōī cum|kam nahī̃ hai !
41They will be waiting for your orders. 42So, use the blessing and the inheritance.
37Yah śhrēṣhṭh sthiti bhī hai , sāth-sāth direct paramātmā dvārā param title ' bhī hai . 38Title kā naśhā kitnā rakhtē haĩ ! 39Title kitnē kārya saphal kar dētā hai !
43If you don't remain stable in the selfrespect of a master almighty authority, then, instead of keeping your powers under your orders, you would constantly keep asking the Father to give you a particular power or to carry out a task for you, or that this should happen or that should happen.
40Tō yah paramātm-ṭāiṭal hai , ismē̃ kitnī khuśhī aur śhakti bharī huī hai !
44Therefore, those who make requests can never remain constantly happy.
41Agar isī ēk title key|kī sthiti rūpī seat par set rahō tō yah sarvśhaktiyā̃ sēvā kē liē sadā hājar anubhav hōṅgī , āpkē order key|kī intjār mē̃ hōgī .
45One thing will be accomplished and another will begin. 46Therefore, become a master, be yogyukt and take service wisely from the servers and you will automatically experience being constantly healthy.
42Tō vardān kō vā varsē kō kārya mē̃ lagāō .
47This is called the attainment of the power of the body.
43Agar master sarvśhaktivān K|kē svamān mē̃ sthit nahī̃ hōtē tō śhaktiyō̃ kō order mē̃ chalānē kē bajāē bār-bār bāp kō arjā ḍāltē rahtē ki yah śhakti dē dō , yah hamārā kārya karā dō , yah hō jāē , aisā hō jāē .
48In the same way, there is the power of the mind, that is, the power of elevated thought. 49Every thought of a master almighty authority has so much power that he can do whatever he wants whenever he wants, and also make it happen because his thoughts are always pure, elevated and benevolent.
44Tō arjā ḍālnē vālē kabhī bhī sadā rājī nahī̃ rah saktē haĩ .
50So, where there are elevated thoughts of benevolence, they will definitely happen in practice.
45Ēk bāt pūrī hōgī , dūsrī śhurū hō jāyēgī . 46Isliē mālik ban , yōgyukt ban yuktiyukt sēvā sēvādhāriyō̃ sē lō|low tō sadā svastha kā svataḥ hī anubhav karē̃gē .
51And, because of your being a master almighty authority, the mind can never deceive the master; it cannot give you the experience of sorrow. 52The mind remains concentrated, that is, it remains stable in one place; it does not wander.
47Iskō kahtē haĩ - tan K|kē śhakti key|kī prāpti .
53You are then able to stabilise your mind wherever you want whenever you want.
48Aisē hī man key|kī śhakti arthāt śhrēṣhṭh saṅkalp śhakti .
54Then the mind can never be unhappy, because it becomes a server, a servant.
49Master sarvśhaktivān K|kē her|har saṅkalp mē̃ itnī śhakti hai jō jis samay jō chāhē vah kar saktā hai aur karā bhī saktā hai kyōṅki unkē saṅkalp sadā śhubh , śhrēṣhṭh aur kalyāṇkārī hōṅgē .
55So, this is the power of the mind which you have attained in your alokik life as an inheritance and a blessing. 56In the same way, the third is the power of wealth, that is, the power of the wealth of knowledge.
50Tō yahā̃ śhrēṣhṭh kalyāṇ kā saṅkalp hai , vah siddha jarūr hōtā hai aur master sarvśhaktivān hōnē K|kē kāraṇ man kabhī mālik kō dhōkhā nahī̃ dē saktā hai , duḥkh nahī̃ anubhav karā saktā hai .
57The wealth of knowledge automatically enables you to attain physical wealth. 58Where there is the wealth of knowledge, nature automatically becomes a servant. 59Physical wealth is for physical facilities.
51Man ēkāgr arthāt ēk ṭhikānē par sthit rahtā hai , bhaṭaktā nahī̃ hai .
60With the wealth of knowledge, you automatically attain all physical facilities.
52Jahā̃ chāhō , jab chāhō man kō vahā̃ sthit kar saktē hō .
61This is why the wealth of knowledge is the king of all wealth.
53Kabhī man udās nahī̃ hō saktā hai , yah hai man key|kī śhakti jō alaukik jīvan mē̃ varsē vā vardān mē̃ prāpt hai . 54Isī prakār tīsrī hai dhan key|kī śhakti arthāt jñān-dhan key|kī śhakti .
62Where the king is, all the materials are automatically attained; you don't need to make effort. 63If you have to make effort to attain any material things, it means there is a lack of the wealth of knowledge.
55Jñān-dhan sthūl dhan key|kī prāpti svataḥ hī karātā hai .
64In fact, the wealth of knowledge makes you into a multimillionaire.
56Jahā̃ gyān dhan hai , vahā̃ prakr̥iti svataḥ hī dāsī ban jātī hai .
65Doing everything in the name of God automatically brings you success in everything you do.
57Yah sthūl dhan prakr̥iti K|kē sādhan kē liē hai .
66Those who have God's wealth become those who do everything for God.
58Jñān-dhan sē prakr̥iti K|kē sarv sādhan svataḥ prāpt hōtē haĩ .
67They don't even need to have a thought; all necessities automatically continue to be fulfilled.
59Isliē jñān-dhan sab dhan kā rājā hai . 60Jahā̃ rājā hai , vahā̃ sarv padārtha svataḥ hī prāpt hōtē haĩ , mēhnat nahī̃ karnī paṛtī .
68They have so much power of wealth that this wealth of knowledge makes them into the kings of kings for many births. 69So, you also easily attain the power of wealth.
61Agar kōī bhī laukik padārtha prāpt karnē mē̃ mēhnat karnī paṛtī hai tō iskā kāraṇ jñān-dhan key|kī kamī hai . 62Vāstav mē̃ , jñān-dhan padmāpadmapati banānē vālā hai .
70In the same way, the power of relationships. 71There is the pure desire for the attainment of the power of relationships because, through relationships, there is the attainment of love and co operation.
63Paramārtha vyavahār kō svataḥ hī siddh kartā hai .
72In this alokik life, you attain the power of relationships in a double way.
64Tō paramātm-dhan vālē paramārthī ban jātē haĩ .
73Do you know how you attain the power of relationships in a double way?
65Saṅkalp karnē key|kī bhī āvaśhyaktā nahī̃ , svataḥ hī sarv āvaśyakatāyē̃ pūrṇ hōtī rahtī̃ .
74One is to have all relationships with the Father and the second is the relationships with the divine family.
66Dhan key|kī itnī śhakti hai jō anēk janm yah jñān-dhan rājāō̃ kā bhī rājā banā dētā hai . 67Tō dhan key|kī bhī śhakti sahaj prāpt hō jātī hai .
75So, it is a double relationship: with the Father and with one another. 76So, through relationships, you constantly continue to attain altruistic love, imperishable love and imperishable cooperation.
68Isī prakār - sambandh key|kī śhakti .
77So, you also have the power of relationships.
69Sambandh key|kī śhakti K|kē prāpti key|kī śhubh ichchhā isliē hōtī hai kyōṅki sambandh mē̃ snēh aur sahyōg key|kī prāpti hōtī hai .
78In any case, why does the Father want children and why do the children want the Father? 79For cooperation, so that you receive cooperation at a time of need.
70Is alaukik jīvan mē̃ sambandh key|kī śhakti double rūp mē̃ prāpt hōtī hai .
80So, in this alokik life, you have the attainment of all four powers as a blessing and an inheritance.
71Jāntē hō , double sambandh key|kī śhakti kaisē prāpt hōtī hai ?
81Where you have attained all four types of power, what would be your stage at every moment?
72Ēk - bāp dvārā sarv sambandh , dūsrā - daivī parivār dvārā sambandh .
82Always a master almighty authority. 83Do you always remain stable seated on this stage?
73Tō double sambandh hō gayā nā - bāp sē bhī aur āpas mē̃ bhī .
84It is this stage that is in other words called a king of the self, or a Raj Yogi.
74Tō sambandh dvārā sadā niḥsvārth snēh , avināśhī snēh aur avināśhī sahyōg sadā hī prāpt hōtā rahtā hai .
85The treasurestore of a king is always full. 86So, a Raj Yogi means one whose treasurestore of all powers is always full.
75Tō sambandh key|kī bhī śhakti hai nā .
87Do you understand?
76Vaisē bhī bāp , bachchā kyō̃ chāhtā hai athavā bachchā , bāp kyō̃ chāhtā hai ?
88This is called the alokik life of an elevated Brahmin. 89So, always be a master and use all the powers.
77Sahyōg kē liē , samay par sahyōg milē .
90Instead of being according to capacity, be constantly powerful.
78Tō is alaukik jīvan mē̃ chārō̃ śhaktiyō̃ key|kī prāpti vardān rūp mē̃ , varsē K|kē rūp mē̃ hai .
91Don’t be one of those who make requests, but one who always remains happy. 92Achcha. 93Everyone is given the chance to come to Madhuban.
79Jahā̃ chārō̃ prakār key|kī śhaktiyā̃ prāpt haĩ , uskī her|har samay key|kī sthiti kaisī hōgī ?
94Always keep this fortune that you have attained with you. 95To keep the Bestower of Fortune with you means to keep your fortune with you.
80Sadā master sarvśhaktivān .
96People from three zones have come.
81Isī sthiti key|kī seat par sadā sthit hō ?
97The rivers from three different places have now come together.
82Isī kō hī dūsrē śhabdō̃ mē̃ sva K|kē rājē vā rājyōgī kahā jātā hai .
98This is called the confluence of the Triveni. 99BapDada, as the Bestower of Blessings, gives blessings to everyone.
83Rājāō̃ K|kē bhaṇḍār sadā bharpūr rahtē haĩ .
100It is up to each one to use these blessings. 101Achcha.
84Tō rājyōgī arthāt sadā śhaktiyō̃ K|kē bhaṇḍār bharpūr rahtē , samjhā ? 85Iskō kahā jātā hai - śhrēṣhṭh brāhmaṇ alaukik jīvan . 86Sadā mālik ban sarv śhaktiyō̃ kō kārya mē̃ lagāō . 87Yathāśhakti kē bajāē sadā śhaktiśhālī banō .
102To the elevated souls everywhere who have a right to all the inheritance and blessings, to all the elevated master almighty authority souls, to all the contented souls who always spread the waves of contentment, to the great souls who always attain success in all their interactions by doing it in God's name, BapDada's love and remembrance filled with power, and namaste.
88Arjā karnē vālē nahī̃ , sadā rājī rahnē vālē banō . 89Achchhā . 90Madhuban ānē kā chance tō sabhī kō mil rahā hai nā .
103Blessing: May you be an intense effortmaker and through your doublelight form overcome all obstacles that come to you.
91Is prāpt huē bhāgya kō sadā sāth rakhō . 92Bhāgyavidhātā kō sāth rakhnā arthāt bhāgya kō sāth rakhnā hai . 93Tīn zone K|kē āyē haĩ .
104Instead of becoming tired or disheartened with the obstacles that come to you, using your doublelight form, your soulconscious form of light and your form of humility, take a high jump in a second.
94Alag-alag sthān key|kī 3 nadiyā̃ ākar ikaṭṭhī huī - iskō trivēṇī kā saṅgam kahtē haĩ .
105Do not waste your time trying to break the stone that is the obstacle.
95Bāpdādā tō vardātā ban sabkō vardān dētē haĩ .
106Take a jump and go across it in a second.
96Vardānō̃ kō kārya mē̃ lagānā , vah har ēk kē ūpar hai . 97Achchhā .
107Do not make the easy path difficult through a little forgetfulness.
98Chārō̃ ōr K|kē sarv varsē aur vardānō̃ K|kē adhikārī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , sarv master sarvśhaktivān śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , sarv sadā santuṣhṭatā key|kī lahar phailānē vālē santuṣhṭ ātmāō̃ kō , sadā paramārtha dvārā vyavhār mē̃ siddhi prāpt karnē vālī mahān ātmāō̃ kō bāpdādā kā snēh aur śhakti sampann yādpyār aur namastē .
108While clearly seeing the elevated future destination of your life, be an intense effortmaker. 109Always remain stable in the elevated form with which BapDada and the world see you. 110Slogan: To remain constantly happy and to distribute happiness is the greatest honour. 111* * * O M S H A N T I* * *