मंगलवार 10 नवंबर 1987 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 110-11-87 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 10-11-87 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Śubhacintak-maṇi ban viśhva kō chintāō̃ sē mukt karō
1Become a jewel of good wishes and liberate the world from worry
3Apnē rūhānī personality sampann śubhacintak-maṇiyō̃ kō sēvāō̃ K|kē programme key|kī saphaltā kā foundation batātē huē ratnāgar bāpdādā bōlē 4Āj ratnāgar bāp apnē chārō̃ ōr K|kē viśhēṣh śhubh-chintak maṇiyō̃ kō dēkh rahē haĩ .
2Today, the Father, the JewelMerchant is looking at His special jewels of good wishes everywhere. 3The jewels of the Father, the JewelMerchant, are bringing light into the world with their rays of good wishes, because in today's world of artificial sparkle, all souls have become jewels of worry.
5Ratnāgar bāp key|kī maṇiyā̃ viśhva mē̃ apnī śhubh-chintak kiraṇō̃ sē prakāśh kar rahī haĩ .
4With your power of good wishes, you jewels of good wishes are transforming such jewels of worry who only sparkle temporarily.
6Kyōṅki āj key|kī is artificial chamak vālē viśhva mē̃ sarv ātmāē̃ chintāmaṇī haĩ . 7Aisē alpkāl key|kī chamaknē vālī cintāmaṇiyō̃ kō āp śhubh-chintak maṇiyā̃ apnē śhubh-chintan key|kī śhakti dvārā parivartan kar rahī hō . 8Jaisē sūrya key|kī kiraṇē̃ dūr-dūr tak andhkār kō miṭātī haĩ , aisē āp śubhā̃ catak maṇiyō̃ key|kī śhubh saṅkalp rūpī chamak kahō , kiraṇē̃ kahō - viśhva K|kē chārō̃ ōr phail rahī haĩ . 9Ājkal kaī ātmāē̃ samajhtī haĩ ki kōī spricual light gupta rūp mē̃ apnā kārya kar rahī hai .
5Just as rays of the sun dispel the darkness for a long distance, in the same way, the sparkle and rays of good wishes of you jewels of good wishes are spreading everywhere in the world.
10Lēkin yē light kahā̃ sē yē kārya kar rahī hai , vō jān nahī̃ saktē .
6Nowadays, many souls think that some spiritual light is carrying out its task in an incognito way.
11Kōī hai - yahā̃ tak touching hōnī śhurū hō gaī hai .
7However, they don't know from where this light is carrying out its task.
12Ākhir ḍhū̃ṛhtē-ḍhū̃ṛhtē sthān par pahũch hī jāyēṅgē .
8They have begun to have a touching that there is someone.
13Tō yah touching āp śhubh-chintak maṇiyō̃ K|kē śhrēṣhṭh saṅkalp key|kī chamak hai .
9Eventually, by searching, they will gradually reach this place.
14Bāpdādā harēk bachchē K|kē mastak dvārā maṇi key|kī chamak kō dēkhtē haĩ .
10So, this touching is of the sparkle of the elevated thoughts of you jewels of good wishes.
15Kyōṅki number-vār chamaknē vālē haĩ . 16Haĩ sabhī śhubh-chintak maṇiyā̃ lēkin chamak number-vār hai .
11BapDada is seeing the sparkle of the jewel on each child's forehead because you are sparkling numberwise.
17Śhubh-chintak bannā - yahī sahaj rūp key|kī mansā sēvā hai jō chaltē-phirtē her|har brāhmaṇ ātmā vā anjān ātmāō̃ kē prati kar saktē hō . 18Āp sabkē śubhā̃ catak bannē K|kē vibration vāyumaṇḍal kō vā cintāmaṇi ātmā key|kī vr̥itti kō bahut sahaj parivartan kar dēgē . 19Āj K|kē manuṣhya ātmāō̃ K|kē jīvan mē̃ chārō̃ ōr sē chāhē vyaktiyō̃ dvārā , chāhē vaibhav dvārā - vyaktiyō̃ mē̃ svārtha bhāv hōnē K|kē kāraṇ , vaibhavō̃ mē̃ alpkāl key|kī prāpti hōnē K|kē kāraṇ - thōṛē samay K|kē liyē śhrēṣhṭh prāpti key|kī anubhūti hōtī hai lēkin alpkāl key|kī khuśhī thōṛē samay kē bād chintā mē̃ badal jātī hai . 20Arthāt vaibhav vā vyakti chintā miṭānē vālē nahī̃ - chintā utpanna karānē kē nimitt ban jātē haĩ .
12All of you are jewels of good wishes, but the sparkle is numberwise.
21Aisē kōī na kōī chintā mē̃ parēśhān ātmāō̃ kō śhubh-chintak ātmāē̃ bahut thōṛī dikhāī dētī haĩ . 22Śhubh-chintak ātmāō̃ K|kē thōṛē samay kā samparka bhī anēk chintāō̃ kō miṭānē kā ādhār ban jātā hai .
13To be one who has good wishes is an easy way to serve through the mind every Brahmin soul and souls without knowledge, which you can do while walking and moving around.
23Tō āj viśhva kō śhubh-chintak ātmāō̃ key|kī āvaśhyaktā hai , isliē āp śhubh-chintak maṇiyā̃ vā ātmāē̃ viśhva kō ati priya haĩ .
14The vibrations of all of you who are those with good wishes will very easily transform the atmosphere and the attitude of souls who are beads of worry.
24Jab samparka mē̃ ā jātē haĩ tō anubhav kartē haĩ ki aisē śhubh-chintak duniyā mē̃ kōī dikhāī nahī̃ dētē . 25Śhubh-chintak sadā rahē̃ - iskā viśhēṣh ādhār hai - śhubh-chintan ' . 26Jiskā sadā śhubh-chintan rahtā , avaśhya vah śhubh-chintak hai .
15In the lives of human beings everywhere today, whether through people or possessions, because of people having selfish motives, because of having some temporary attainment through their possessions, they have an experience of elevated attainment for a short time.
27Agar kabhī-kabhī vyarth chintan va par-chintan hōtā hai tō sadā śhubh-chintak bhī nahī̃ rah saktē . 28Śubhi cantak ātmāē̃ aurō K|kē bhī vyarth chintan , par-chintan kō samāpt karnē vālē haĩ .
16However, that temporary happiness changes into worry after a short time; that is, possessions and people are not the means to end their worries, but they become instruments to create more worry.
29Tō har ēk śhrēṣhṭh sēvādhārī arthāt sadā śhubh-chintak maṇi kā śhubh-chintan kā śhaktiśhālī khazānā sadā bharpūr hōgā . 30Bharpūrtā K|kē kāraṇ hī aurō̃ kē prati śhubh-chintak ban saktē haĩ .
17Souls who are distressed with one worry or another are able to see very few souls who have such good wishes. 18Even a short time's contact with souls who have good wishes becomes the basis of all their worries ending.
31Śhubh-chintak arthāt sarv gyān-ratnō̃ sē bharpūr .
19So, today, the world needs such wellwishing souls.
32Aur aisā gyān-sampann dātā ban aurō̃ kē prati sadā śhubh-chintak ban saktā hai . 33Tō check karō ki sārē din mē̃ jyādā samay sampannatā K|kē naśhē mē̃ rahtā hai , isliyē śhubh-chintak svarūp dvārā dūsrō̃ prati dētā jātā aur bhartā jātā . 34Par-chintan aur vyarth chintan vālā sadā khālī hōnē K|kē kāraṇ apnē kō kamzōr anubhav karēgā , isliē śhubh-chintak ban aurō̃ kō dēnē K|kē pātr nahī̃ ban saktā . 35Vartamān samay sarv key|kī chintā miṭānē kē nimitt bannē vālī śhubh-chintak maṇiyō̃ key|kī āvaśhyaktā hai jō chintā kē bajāē śhubh-chintan key|kī vidhi K|kē anubhavī banā sakē̃ .
20This is why you souls, you jewels of good wishes, are extremely loved by the world.
36Jahā̃ śhubh-chintan hōgā vahā̃ chintā svataḥ samāpt hō jāēgī . 37Tō sadā śhubh-chintak ban gupta sēvā kar rahē hō nā ?
21When they come into contact with you, they feel that they cannot see anyone else with such good wishes throughout the whole world.
38Yē jō bēhad key|kī viśv-sēvā plan banāyā hai , is plan kō sahaj saphal banānē kā ādhār bhī śhubh-chintak sthiti ' hai .
22Pure thoughts are the main basis of always having good wishes. 23Those whose thoughts are always pure will definitely always have good wishes.
39Variety prakār key|kī ātmāē̃ sambandh-sampark mē̃ āyēṅgī .
24If there are sometimes waste thoughts or thoughts of others, you cannot constantly have good wishes.
40Aisī ātmāō̃ kē prati śhubh-chintak bannā arthāt un ātmāō̃ kō himmat K|kē paṅkh dēnā hai . 41Kyōṅki sarv ātmāē̃ chintā key|kī chitā par rahnē K|kē kāraṇ apnē himmat , umaṅg , utsāh K|kē paṅkh kamzōr kar chukī haĩ . 42Āp śhubh-chintak ātmāō̃ key|kī śhubh-bhāvnā unhō̃ K|kē paṅkhō̃ mē̃ śhakti bharēgī aur āp key|kī śhubh-chintak bhāvnāō̃ K|kē ādhār sē uṛnē lagē̃gē arthāt sahyōgī banē̃gē . 43Nahī̃ tō , dilśhikasta hō gayē haĩ ki better world ( sukhmay saṅsār ) banānā ham ātmāō̃ key|kī kyā śhakti hai ?
25Wellwishing souls are able to finish other souls' waste thoughts and thoughts of others.
44Jō svayã kō hī nahī̃ banā saktē tō viśhva kō kyā banāyēṅgē ? 45Viśhva kō badalnā bahut muśhkil samajhtē haĩ .
26So, the powerful treasurestore of pure thoughts of every elevated server, that is, of the jewels of good wishes, will always be full.
46Kyōṅki vartamān sarv sattāō̃ key|kī result dēkh chukē haĩ , isliyē muśhkil samajhtē haĩ . 47Aisī dilśhikasta ātmāō̃ kō , chintā key|kī chitā par baiṭhī huī ātmāō̃ kō āpkī śhubh-chintak - śhakti dilśhikasta sē dilkhuśh kar dēgī . 48Jaisē , ḍūbē huē manuṣhya kō tinkē kā sahārā bhī dil khuśh kar dētā hai , himmat mē̃ lē ātā hai . 49Tō āpkī śubhi cantak sthiti unhō̃ kō sahārā anubhav hōgī , jaltī huī ātmāō̃ kō śhītal jal key|kī anubhūti hōgī .
27It is because they are always full that they are always able to have good wishes for others.
50Sarv kā sahyōg prāpt karnē kā ādhār bhī śhubh-chintak sthiti hai .
28To be a wellwisher means to be full of all the jewels of knowledge.
51Jō sarv kē prati śhubh-chintak haĩ , unkō sarv sē sahyōg svataḥ hī prāpt hōtā hī hai .
29Only such souls are able to become bestowers who are full of knowledge and always have good wishes for others.
52Śubhi cantak bhāvnā aurō̃ K|kē man mē̃ sahyōg key|kī bhāvnā sahaj aur svataḥ utpanna karēgī . 53Śhubh chintak ātmāō̃ kē prati harēk kō dil kā snēh utpanna hōtā hai aur snēh hī sahyōgī banā dētā hai . 54Jahā̃ snēh hōtā hai , vahā̃ samay , sampatti , sahyōg sadā nyauchhāvar karnē K|kē liyē taiyār hō jātē haĩ .
30Therefore, check: Throughout the day, do I have more pure thoughts and good wishes or do I spend more time in thoughts of others. 31Someone who has pure thoughts will always stay in the intoxication of being full, and this is why he will be able to give to others and make them full through his form of a wellwisher.
55Tō śhubh chintak snēhī banāyēgā aur snēh sab prakār K|kē sahyōg mē̃ nyauchhāvar banāyēgā . 56Isliyē , sadā śhubh-chintan sē sampann rahō , śhubh-chintak ban sarv kō snēhī , sahyōgī banāō .
32Because someone who has waste thoughts and thoughts of others is always empty, he will experience himself to be weak and this is why he is unable to have good wishes or be worthy to give to others.
57Śhubh-chintak ātmā sarv key|kī sahaj sarṭiphakēṭ lē saktī hai . 58Śhubh-chintak hī sadā prasannatā key|kī personality mē̃ rah saktā hai , viśhva kē āgē viśhēṣh personality vālē ban saktē haĩ .
33At present, there is a need for jewels of good wishes who can become instruments to finish all the worries of everyone, who are able to make souls experienced with the method of having good wishes instead of worries.
59Ājkal personality vālī ātmāyē̃ sirph nāmīgrāmī bantī haĩ arthāt nām buland hōtā hai lēkin āp rūhānī personality vālē sirph nāmīgrāmī arthāt gāyan-yōgya nahī̃ lēkin gāyan-yōgya kē sāth pūjnīy yōgya bhī bantē hō . 60Kitnē bhī baṛē dharm-kṣētra mē̃ , rājy-kṣētra mē̃ , science K|kē kṣhētra mē̃ personality vālē prasiddh huē haĩ lēkin āp rūhānī personality samān 63 janm pūjanīy nahī̃ banē haĩ . 61Isliyē yah śhubh-chintak bannē key|kī viśhēṣhtā hai . 62Sarv kō jō prāpti hōtī hai - khuśhī key|kī , sahārē key|kī , himmat K|kē paṅkhō̃ key|kī , umaṅg-utsāh key|kī - yah prāpti key|kī duāyē̃ , āśhīrvādē̃ kiskō adhikārī bachchē banā dētī haĩ aur kōī bhakta ātmā ban jātē haĩ .
34Where there are pure thoughts, worries automatically end.
63Isliyē anēk janm K|kē pūjya ban jātē haĩ . 64Śhubh-chintak arthāt bahutkāl key|kī pūjya ātmāē̃ .
35So, you are always doing incognito service while being one with good wishes, are you not?
65Isliyē , yah viśhāl kārya ārambh karnē K|kē sāth-sāth jaisē aur programme banātē hō , uskē sāth-sāth sva kē prati programme banāō ki :
36You have made plans for unlimited world service. 37The basis of easily making these plans successful is the stage of a wellwisher.
66* sadā K|kē liyē her|har ātmā kē prati , aur anēk prakār key|kī bhāvanāē̃ parivartan kar ēk śhubh-chintak bhāvnā sadā rakhē̃gē . 67* sarv kō svayã sē āgē baṛhānē , āgē rakhnē kā śhrēṣhṭh sahyōg sadā dētē rahē̃gē . 68* better world arthāt śhrēṣhṭh viśhva banānē K|kē liyē sarv prati śhrēṣhṭh kāmnā dvārā sahyōgī banē̃gē . 69* sadā vyarth-cintan , par-chintan kō samāpt kar arthāt bītī bātō̃ kō bindī lagāyē , bindī arthāt maṇi ban sadā viśhva kō , sarv kō apnī śhrēṣhṭh bhāvnā , śhrēṣhṭh kāmnā , snēh key|kī bhāvnā , samarth banānē key|kī bhāvnā key|kī kiraṇō̃ sē rōśhnī dētē rahēṅgē̃ .
38Many varieties of soul will come in connection and relationship with you.
70Yah sva kā programme sārē programme K|kē saphaltā kā foundation hai . 71Is foundation kō sadā majbūt rakhnā . 72Tō pratyakṣhatā kā āvāj svataḥ hī buland hōgā . 73Samjhā ?
39To have good wishes for such souls means to give wings of courage to such souls, because their wings of courage, zeal and enthusiasm have become weak from being on the pyre of worry.
74Sabhī , kārya kē nimitt hō nā . 75Jab viśhva kō sahyōgī banātē haĩ , tō pahlē tō āp nimitt hō . 76Chhōṭē , baṛē , bīmār hō yā svastha hō , mahārathī , ghōṛēsavār - sabhī sahyōgī haĩ . 77Pyādē tō haĩ hī nahī̃ .
40The good wishes of you wellwisher souls will fill their wings with power, and, on the basis of your feelings of good wishes, they will begin to fly, that is, they will become cooperative, for those souls have become disheartened wondering whether they have the power to create a better world.
78Tō sabhī key|kī ãgulī chāhiē . 79Harēk īṇṭ kā mahattva hai . 80Kōī foundation key|kī īṇṭ hai , kōī ūpar dīvār kī hai lēkin ēk-ēk īṇṭ mahattva vālī hai .
41How are those who are unable to make themselves into something make the world something?
81Āp sabhī samajhtē hō ki ham programme kar rahē haĩ yā samajhtē hō programme vālē banātē haĩ , programme banānē vālō̃ kā programme hai ? 82Hamārā programme kahtē hō nā .
42They consider it very difficult to change the world because they have seen the present results of all the different authorities, and they therefore consider it to be difficult.
83Tō bāpdādā bachchō̃ K|kē viśhāl kārya kō , programme kō dēkh harṣhit haĩ . 84Dēśh-vidēśh mē̃ viśhāl kārya kā umaṅg-utsāh achchhā hai .
43Your power of good wishes will make the hearts of such disheartened souls and souls who are sitting on the pyre of worry become happy.
85Harēk brāhmaṇ ātmā K|kē andar viśhva key|kī ātmāō̃ K|kē liyē rahm hai , taras hai ki hamārē sarv bhāī-bahanē̃ bāp key|kī pratyakṣhatā kā āvāj sunē̃ ki bāp apnā kārya kar rahā hai . 86Samīp āvē̃ , sambandh mē̃ āvē̃ , adhikārī banē̃ , pūjya dēvtā banē̃ yā 33 krōṛ nām gāyan karnē vālē hī banē̃ lēkin āvāj jarūr sunē̃ . 87Aisā umaṅg hai nā ?
44Just as the slightest support of even a straw makes a drowning soul happyhearted and brings him courage so, your stage of having good wishes will enable them to experience some support, and souls who are burning will have the experience of cool water. 45The basis of receiving everyone's cooperation is the stage of having good wishes.
88Abhī tō 9 lākh hī nahī̃ banāē̃ haĩ . 89Tō samjhā , apnā programme hai .
46Those who have good wishes for all automatically receive everyone's cooperation.
90Apnāpan hī apnē programme mē̃ apnā viśhva banāyēgā . 91Achchhā . 92Āj pañch taraph key|kī pārṭiyā̃ āī haĩ .
47The feeling of good wishes automatically and easily creates the feeling in their minds of wanting to cooperate.
93Trivēṇī kahtē haĩ lēkin yē pañch vēṇī hō gaī . 94Pañch taraph key|kī nadiyā̃ sāgar mē̃ pahũch gaī haĩ .
48They all have love in their heart for souls who have good wishes, and it is this love that makes them cooperative.
95Tō nadī aur sāgar kā mēlā śhrēṣhṭh mēlā hai . 96Sabhī nayē-purānē khuśhī mē̃ nāch rahē haĩ .
49Where there is love, everyone is always ready to surrender their time, wealth and cooperation.
97Jab nā-ummīd sē ummīd hō jātī tō aur khuśhī hōtī hai . 98Purānō̃ kō bhī achānak chance milā hai tō aur jyādā khuśhī hōtī hai .
50So, someone who has good wishes will make others loving, and love will enable them to surrender themselves and give every type of cooperation.
99Sōch kar baiṭhē thē - patā nahī̃ kab milē̃gē ? 100Abhī milē̃gē - yah tō sōchā bhī nahī̃ thā .
51Therefore, always be full of good wishes and being a wellwisher, make everyone loving and co operative.
101 kab ' sē ab ' hō jātā hai tō khuśhī kā anubhav aur nyārā hōtā hai . 102Achchhā .
52A soul with good wishes is easily able to claim the certificate of contentment from everyone.
103Āj vidēśh vālō̃ kō bhī viśhēṣh yādpyār dē rahē haĩ . 104Viśhēṣh sēvādhārī ( jayanti bahan ) āī hai nā .
53Only those who have good wishes are always able to have the personality of contentment.
105Vidēś-sēvā arth|earth pahlē nimitt banī nā .
54They become special personalities in front of the world.
106Vr̥ikṣha kō dēkh bīj yād ātā hai . 107Bījrūp parivār yah nimitt banā vidēśh sēvā kē liē .
55People with a personality nowadays simply become wellknown, that is, their name is glorified.
108Tō pahlē nimitt parivār kō yād dē rahē haĩ . 109Vidēśh K|kē sarv nimitt banē sēvādhārī bachchē sadā bāp kō pratyakṣha karnē K|kē prayatna mē̃ umaṅg-utsāh sē din-rāt lagē huē haĩ .
56However, you souls with a spiritual personality do not just become wellknown, that is, you do not just become praiseworthy but, as well as being praiseworthy, you also become worshipworthy.
110Unhō̃ kō bār-bār yahī āvāj kānō̃ mē̃ gū̃jatā hai ki vidēśh K|kē buland āvāj sē bhārat mē̃ bāp kō pratyakṣha karnā hai . 111Yah āvāj sadā sēvā K|kē liyē kadam āgē baṛhātā rahtā hai .
57No matter how many people have become well known in the fields of religion, politics or science, they have not become worthy to be worshipped for 63 births like you who have a spiritual personality.
112Viśhēṣh sēvā K|kē umaṅg-utsāh kā kāraṇ hai - bāp sē dil sē pyār , snēh hai .
58Therefore, the speciality to become worthy of worship is giving good wishes to all.
113Her|har kadam mē̃ , her|har ghaṛī mukh mē̃ bābā-bābā ' śhabda rahtā hai . 114Jab bhī kōī card athavā gift bhējē̃gē tō usmē̃ dil ( heart ) kā chitra jarūr banātē haĩ . 115Iskā kāraṇ hai ki dil mē̃ sadā dilārām hai .
59When you give others the attainment of happiness, support, wings of courage and zeal and enthusiasm, then the blessings and good wishes of this attainment makes them into children who can claim their rights whereas and some become bhagat souls.
116Dil dī hai aur dil lī hai . 117Dēnē aur lēnē mē̃ hōśhiyār haĩ .
60This is why you become worthy of worship for many births.
118Isliyē dil kā saudā karnē vālē , dil sē yād karnē vālē apnī niśhānī dil ' hī bhējtē haĩ aur yahī dil key|kī yād vā dil kā snēh dūr hōtē bhī majority kō samīp kā anubhav karātā hai .
61To be a soul with good wishes means to become a worthy ofworship soul for a long period of time. 62Therefore, together with beginning this unlimited project, just as you have other programmes, create a programme for yourself:
119Sabsē viśhēṣh viśhēṣhtā bāpdādā yahī dēkhtē ki brahmā bāp sē ati snēh hai .
63For all time and for all souls you will transform all other feelings and constantly just have feelings of good wishes.
120Bāp aur dādā K|kē guhya rāz kō bahut sahaj anubhav mē̃ lātē haĩ .
64You will constantly continue to give elevated cooperation to enable others to move ahead of you.
121Brahmā bābā key|kī sākār pālnā kā part na hōtē bhī avyakt pālnā kā anubhav achchhā kar rahē haĩ .
65In order to create a better world, that is, an elevated world, you will cooperate with everyone through your elevated wishes.
122Bāp aur dādā dōnō̃ kā sambandh anubhav karnā - is viśhēṣhtā K|kē kāraṇ apnī saphaltā mē̃ bahut sahaj baṛhtē jā rahē haĩ . 123Tō harēk dēśh vālē apnā-apnā nām pahlē samajhē̃ . 124Harēk bachchā apnā nām samajhtē huē bāpdādā kā yādpyār svīkār karnā .
66You will finish waste thoughts and thoughts of others for all time. 67That is, you will put a full stop to the past, become a point, that is, a jewel, and will continue to give light to everyone in the world with the rays of your elevated feelings, elevated wishes and feelings of love and feelings of making them powerful.
125Samjhā ? 126Plan tō banā hī rahē haĩ . 127Dēśh , vidēśh key|kī rīti mē̃ thōṛā-bahut antar tō hōtā hai lēkin prīt K|kē kāraṇ rīti kā antar bhī ēk hī lagtā hai .
68This programme for the self is the foundation of the success of the whole programme. 69Always keep this foundation strong and the sound of revelation will easily be heard.
128Vidēśh kā plan vā bhārat kā plan , lēkin plan tō ēk hī hai .
70Do you understand? 71All of you are instruments for this task, are you not?
129Sirph tarīkā thōṛā-bahut kahā̃ parivartan karnā bhī paṛtā hai .
72Since you are making the world cooperative, you are instruments for this first.
130Dēśh aur vidēśh kā sahyōg is viśhāl kārya kō sadā hī saphaltā kō prāpt karātā hī rahēgā .
73The young, the old, whether they are ill or healthy, elephant riders and horseriders are all cooperative.
131Saphaltā tō sadā bachchō̃ kē sāth hai hī .
74There are none of the infantry here.
132Dēśh kā umaṅg-utsāh aur vidēśh kā umaṅg-utsāh - dōnō̃ kā milkar kārya kō āgē baṛhā rahā hai aur sadā hī āgē baṛhtā rahēgā .
75So, everyone's finger is required. 76Each brick is important. 77Some are bricks of the foundation and others are bricks of the wall, above the surface, but each brick is important.
133Achchhā . 134Bhārat K|kē chārō̃ ōr K|kē sadā snēhī , sahyōgī bachchō̃ K|kē snēh , sahyōg kā śhubh saṅkalp , śhubh āvāj bāpdādā kē pās sadā pahuñchtā rahtā hai .
78Do all of you feel that you are doing this programme or do you feel that those who are creating the programmes are doing the programme, that it is the programme of those who have created the programme?
135Dēśh , vidēśh ēk dō sē āgē hai .
79You say that it is your programme, do you not?
136Harēk sthān key|kī viśhēṣhtā apnī-apnī hai .
80Seeing the unlimited project and the programme, BapDada is pleased.
137Bhārat bāp key|kī avataraṇ bhūmi hai aur bhārat pratyakṣhatā kā āvāj buland karnē kē nimitt bhūmi hai .
81There is very good zeal and enthusiasm for the unlimited task in this land and abroad.
138Ādi aur ant bhārat mē̃ hī part haĩ .
82Every Brahmin soul has mercy for the souls of the world.
139Vidēśh kā sahyōg bhārat mē̃ pratyakṣhatā karāyēgā aur bhārat key|kī pratyakṣhatā kā āvāj vidēśh tak pahũchēgā .
83You have the compassion that all of your brothers and sisters should hear the sound of the Father's revelation, that the Father is carrying out His task.
140Isliē , bhārat K|kē bachchō̃ key|kī viśhēṣhtā sadā śhrēṣhṭh hai . 141Bhārat vālē sthāpanā K|kē ādhār banē . 142Sthāpanā K|kē ādhārmūrt bhārat K|kē bachchē haĩ , isliē bhāratvāsī bachchō̃ K|kē bhāgya kā sabhī gāyan kartē haĩ .
84Whether they come close, come into relationship, claim a right, become worthyofworship deities or part of the 330 million of those who glorify the name, they should definitely hear the sound. 85You have such enthusiasm, do you not?
143Yād aur sēvā mē̃ sadā umaṅg-utsāh sē āgē baṛh rahē haĩ aur baṛhtē hī rahē̃gē .
86As yet, you have not even prepared 900,000. So, do you understand? 87It is your programme.
144Isliyē bhārat K|kē har ēk bachchē apnē-apnē nām sē bāpdādā kā yādpyār svīkār karnā .
88It is this feeling of belonging that will enable you to create your world through your programme. 89Achcha.
145Tō dēśh-vidēśh K|kē bēhad bāp K|kē bēhad sēvādhārī bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .
90Today, groups have come from 5 directions. 91People speak of the Triveni, but this is the meeting of 5 rivers.
146Party sē avyakt bāpdādā key|kī mulākāt
92Rivers from 5 directions have come and met the Ocean.
147 ( 1 ) sabhī rāj-r̥iṣhi hō nā ? 148Rāj arthāt adhikārī aur r̥iṣhi arthāt tapasvī .
93The meeting of the rivers with the Ocean is an elevated meeting.
149Tapasyā kā bal sahaj parivartan karānē kā ādhār hai .
94All the new and old ones are dancing in happiness.
150Paramātm-lagan sē svayã kō aur viśhva kō sadā K|kē liyē nirvighna banā saktē haĩ .
95When someone has hope from having felt hopeless, there is greater happiness.
151Nirvighna bannā aur nirvighna banānā - yahī sēvā kartē hō nā .
96And the older ones were also suddenly given a chance and so there is even more happiness.
152Anēk prakār K|kē vighnō̃ sē sarv ātmāō̃ kō mukt karnē vālē hō .
97They were just sitting, thinking, "We don't know when we will be able to meet."
153Tō jīvanmukti kā vardān bāp sē lēkar aurō̃ kō dilānē vālē hō nā .
98You had not thought that you would be able to meet now.
154Nirbandhan arthāt jīvanmukt . 155 ( 2 ) himmatē bachchē madadē bāp .
99The experience of happiness is more unique when the question of "when" changes into "now".
156Bachchō̃ key|kī himmat par sadā bāp key|kī madad padmaguṇā prāpt hōtī hai .
100Achcha. 101Today, Baba is giving special love and remembrance to those from abroad.
157Bōjh tō bāp kē ūpar hai .
102A special server (Jayantibahen) has come.
158Lēkin trustee ban sadā bāp kī yād sē āgē baṛhtē rahō .
103She was the first instrument for service abroad.
159Bāp kī yād hī chhatrachhāyā hai .
104Seeing the tree, one remembers the seed.
160Pichhlā hisāb sūlī hai lēkin bāp key|kī madad sē kāṇṭā ban jātā hai .
105This family was the seed that became an instrument for world service.
161Paristhitiyā̃ ānī jarūr haĩ kyōṅki sab kuchh yahā̃ hī chuktu karnā hai .
106Baba is giving remembrance for the first instrument family.
162Lēkin bāp key|kī madad kāṇṭā banā dētī hai , baṛī bāt kō chhōṭā banā dētī hai kyōṅki baṛā bāp sāth hai . 163Sadā niśhchay sē āgē baṛhtē rahō .
107All the server children who are instruments in lands abroad are always engaged in trying to reveal the Father with zeal and enthusiasm, day and night.
164Her|har kadam mē̃ trustee . 165Trustee arthāt sab kuchh tērā , mērā-pan samāpt . 166Gr̥ihasthī arthāt mērā .
108The sound that is repeatedly echoing in their ears is: We have to reveal the Father in Bharat with a loud sound from abroad.
167Tērā hōgā tō baṛī bāt , chhōṭī hō jāyēgī aur mērā hōgā tō chhōṭī bāt , baṛī hō jāyēgī . 168Tērā-pan halkā banātā hai aur mērā-pan bhārī banātā hai .
109This sound constantly continues to enable you to move forward in service. 110The reason for zeal and enthusiasm for special service is that you have love for the Father in your heart.
169Tō jab bhī bhārī anubhav karō tō check karō ki kahā̃ mērā-pan tō nahī̃ ?
111At every step and at every moment, the sound "Baba, Baba" continues to emerge from your lips.
170Mērē kō tērē mē̃ badalī kar dō tō usī ghaṛī halkē hō jāyēṅgē , sārā bōjh ēk second mē̃ samāpt hō jāyēgā .
112Whenever anyone sends a card or a gift, there is definitely an image of a heart in that. 113The reason for this is that they always have the Comforter of Hearts in their heart.
171 ( 3 ) sadā apnē kō bāp key|kī chhatrachhāyā mē̃ rahnē vālī viśhēṣh ātmāē̃ anubhav kartē hō ?
114They have given their heart and received a heart. 115You are clever in give and take.
172Jahā̃ bāp key|kī chhatrachhāyā hai , vahā̃ sadā māyā sē safe rahē̃gē . 173Chhatrachhāyā K|kē andar māyā ā nahī̃ saktī .
116This is why those who make a deal from their heart and who remember the Father with their heart send a heart as their symbol.
174Mēhnat sē svataḥ hī dūr hō jāyēṅgē . 175Sadā mauj mē̃ rahē̃gē . 176Kyōṅki jab mēhnat hōtī hai , tō mēhnat mauj anubhav nahī̃ karātī .
117It is this remembrance from the heart and love from the heart that gives the majority of you the experience of being close even though you may be far away.
177Jaisē , bachchō̃ key|kī paṛhāī jab hōtī hai tō paṛhāī mē̃ mēhnat hōtī hai nā .
118The special speciality that BapDada sees is that you have deep love for Father Brahma.
178Jab imtihān K|kē din hōtē haĩ tō bahut mēhnat kartē haĩ , mauj sē khēltē nahī̃ haĩ .
119You very easily experience the deep secret of Bap and Dada.
179Aur jab mēhnat khatm hō jātī hai , imtihān khatm hō jātē haĩ tō mauj kartē haĩ . 180Tō jahā̃ mēhnat hai , vahā̃ mauj nahī̃ .
120Although you didn’t have the part of receiving sustenance from sakar Brahma Baba, you do experience the avyakt sustenance very well.
181Jahā̃ mauj hai , vahā̃ mēhnat nahī̃ . 182Chhatrachhāyā mē̃ rahnē vālē arthāt sadā mauj mē̃ rahnē vālē .
121Because of the speciality of experiencing a relationship with both the Father and Dada, you are very easily moving forward successfully.
183Kyōṅki yahā̃ paṛhāī ūñchī paṛhtē hō lēkin ūñchī paṛhāī hōtē huē bhī niśhchay hai ki ham vijayī haĩ hī , pās|pass huē paṛē haĩ .
122So, those from each country should feel that Baba is mentioning your name first. 123Each child should personally accept the love and remembrance from BapDada by name.
184Isliyē mauj mē̃ rahtē haĩ .
124Do you understand? 125You are making plans.
185Kalp-kalp key|kī paṛhāī hai , nayī bāt nahī̃ hai . 186Tō sadā mauj mē̃ rahō aur dūsrō̃ kō bhī mauj mē̃ rahnē kā sandēśh dētē rahō , sēvā kartē rahō .
126There is of course a little difference between the systems in this land and those abroad, but because of love, the systems also feel the same.
187Kyōṅki sēvā kā hī phal is samay bhī aur bhaviṣhya mē̃ bhī khātē rahē̃gē .
127Whether it is a plan from abroad or a plan from this land, there is just one plan.
188Sēvā karē̃gē tab tō phal milēgā . 189 ( 4 ) apnē kō sadā double light anubhav kartē hō ?
128It is just that sometimes the way things are done have to be a little different.
190Double arthāt phariśhtā aur phariśhtē key|kī niśhānī hai - unkā kōī bhī dēh aur dēhdhāriyō̃ sē riśhtā nahī̃ arthāt man kā lagāv nahī̃ .
129The cooperation between this land and lands abroad will constantly allow this unlimited task to be always successful. 130Success is always with you children.
191Tō sadā phariśhtē hōkar her|har kārya kartē hō ? 192Kyōṅki phariśhtō̃ kā pāṅw sadā hī ū̃chā rahtā hai , dharnī par nahī̃ rahtā .
131The zeal and enthusiasm of this land and of the lands abroad is making this task move forward and it will always continue to move forward.
193Dharnī sē ū̃chā arthāt dēh-bhān key|kī smr̥iti sē ū̃chā . 194Aisē phariśhtē banē hō ? 195Dēh aur dēh key|kī duniyā dōnō̃ kā anubhav achchhī tarah sē kar liyā hai nā ?
132Achcha. 133The pure thoughts and the pure sound of love and cooperation of all the constantly loving and cooperative children from everywhere in Bharat continue to reach BapDada.
196Tō jab anubhav kar liyā tō anubhav karnē kē bād abhī phir sē dēh va dēh key|kī duniyā mē̃ buddhi jā saktī hai ? 197Dēh aur dēh key|kī duniyā key|kī smr̥iti sē ū̃chā rahnē vālē phariśhtē banō .
134This land and the lands abroad are ahead of each other. 135The speciality of each place is its own. 136Bharat is the land where the Father incarnates and it is the land where the sound of revelation will be heard loudly.
198Phariśhtē arthāt sarv bandhanō̃ sē mukt .
137The parts of the beginning and the end take place in Bharat.
199Tō sab bandhan samāpt huē yā abhī samāpt karē̃gē ? 200Duniyā vālō̃ kō tō kahtē hō ki ab nahī̃ tō kab nahī̃ .
138The cooperation from abroad will enable revelation to take place in Bharat and the sound of revelation in Bharat will reach the lands abroad.
201' yah pahlē apnē kō kahtē yā dūsrō̃ kō hī ?
139This is why the speciality of the children of Bharat is always elevated.
202Dūsrō̃ kō kahnā arthāt pahlē apnē kō kahnā .
140Those from Bharat have become the basis of establishment.
203Jab kisī sē bāt kartē hō tō pahlē kaun suntā hai ? 204Pahlē apnē kān suntē haĩ nā .
141The images of support for establishment are the children from Bharat and this is why everyone sings praise of the fortune of the children of Bharat.
205Tō kisī kō bhī kahnā arthāt pahlē apnē āp kō kahnā . 206Tō sadā her|har kārya mē̃ ab ' karnē vālē āgē baṛhē̃gē .
142You are constantly moving forward in remembrance and service with zeal and enthusiasm, and will continue to move forward.
207Agar kab ' par chhōṛē̃gē tō number āgē nahī̃ lē sakē̃gē , pīchhē number mē̃ āyēṅgē .
143This is why every child of Bharat should accept love and remembrance from BapDada personally by name.
208 ( 5 ) sabhī apnē kō sadā svadarśhan-chakradhārī samajhtē hō ? 209Sva kā darśhan hō gayā hai nā ?
144To the unlimited serviceable children from this land and abroad, BapDada's love, remembrance and namaste.
210Ātmā kā is sr̥iṣhṭi-chakra mē̃ kyā-kyā part hai , unkō jānnā arthāt svadarśhan-chakradhārī bannā .
145Blessing: May you be altruistic and merciful and save every soul from wandering and being a beggar.
211Svadarśhan-chakradhārī ātmā sadā māyā sē mukt hai . 212Svadarśhan-chakradhārī hī bāp K|kē priya haĩ kyōṅki gyānī tū ātmā ban gayē nā .
146Through the thought of mercy of the children who are altruistic and merciful, many souls will become aware of their spiritual form and their destination in a second.
213Sva K|kē chakra kō jānnā arthāt gyānī tū ātmā bannā . 214Jō svadarśhan chakradhārī haĩ , unkē āgē māyā ṭhahar nahī̃ saktī . 215Vah sahaj hī māyā kō samāpt kar dētē haĩ .
147Through those thoughts of mercy, beggar souls will be able to have a glimpse of all treasures and wandering souls will be able to see their destination of liberation and liberationinlife in front of them.
216Tō sabhī svadarśhan-chakradhārī hō yā kabhī-kabhī chakra gir jātā hai ? 217Gyān kō buddhi mē̃ dhāraṇ karnā arthāt svadarśhan-chakra chalānā .
148Through playing the part of removers of sorrow and bestowers of happiness for all, they will always have the magic key as the method with which they can make unhappy souls happy.
218 svadarśhan chakra hī bhaviṣhya mē̃ chakravartī rājā banāyēgā ' .
149Slogan: Be a server and do altruistic service and you will definitely receive the fruit of service.
219Tō yah vardān sadā yād rakhnā .
150* * * O M S H A N T I* * *