बुधवार 18 नवंबर 1987 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 118-11-87 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 18-11-87 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2Silence power jamā karnē kā sādhan - ‘ antarmukhī aur ēkāntvāsī sthiti '

1The method to accumulate the power of silence ­ the stage of being introverted and in solitude.

3Chaitanya śhānti dēv ātmāō̃ kō śhānti kā stock jamā karnē key|kī prērṇā dētē huē sarvśhaktivān bāpdādā bōlē

2Today, the Almighty Authority, BapDada, is looking at His Shakti Army. 3This spiritual Shakti Army is a unique army.

4Āj sarvśhaktivān bāpdādā apnē śhakti sēnā kō dēkh rahē haĩ . 5Yah rūhānī śhakti sēnā vichitr sēnā hai .

4It is called the spiritual army, but it has especially the power of silence and it is a non­violent army that gives peace.

6Nām rūhānī sēnā hai lēkin viśhēṣh silence key|kī śhakti hai , śhānti dēnē vālī ahiṃsak sēnā hai .

5So, today, BapDada was looking at every child who is a bestower of peace: to what extent each one has accumulated the power of silence.

7Tō āj bāpdādā har ēk śhānti dēvā bachchē kō dēkh rahē haĩ ki har ēk nē śhānti key|kī śhakti kahā̃ tak jamā kī hai  ?

6This power of silence is the special weapon of the spiritual army. 7All of you are those who hold this weapon, but you are numberwise.

8Yah śhānti key|kī śhakti is rūhānī sēnā K|kē viśhēṣh śhastra haĩ .

8The power of silence will make the whole world peaceful from peaceless.

9Haĩ sabhī śhastradhārī lēkin number-vār haĩ .

9It will transform not only human souls, but it will also transform the elements of nature.

10Śhānti key|kī śhakti sārē viśhva kō aśhānt sē śhānt banānē vālī hai , na sirph manuṣhya ātmāō̃ kō lēkin prakr̥iti kō bhī parivartan karnē vālī hai . 11Śhānti key|kī śhakti kō abhī aur bhī guhya rūp sē jānnē aur anubhav karnē kā hai . 12Jitnā is śhakti mē̃ śhaktiśhālī banē̃gē , utnā hī śhānti key|kī śhakti kā mahattva , mahāntā kā anubhav jyādā kartē jāyēṅgē . 13Abhī vāṇī key|kī śhakti sē sēvā K|kē sādhanō̃ key|kī śhakti anubhav kar rahē hō aur is anubhav dvārā saphaltā bhī prāpt kar rahē hō .

10The power of silence now has to be known and experienced in an even deeper way.

14Lēkin vāṇī key|kī śhakti vā sthūl sēvā K|kē sādhanō̃ sē jyādā silence key|kī śhakti ati śhrēṣhṭh hai . 15Silence key|kī śhakti K|kē sādhan bhī śhrēṣhṭh haĩ .

11The more powerful you become with this power, the more you will continue to experience the importance and greatness of the power of silence.

16Jaisē vāṇī key|kī sēvā K|kē sādhan chitra , projector vā video ādi banātē hō , aisē śhānti key|kī śhakti K|kē sādhan - ‘ śhubh saṅkalp , śhubh-bhāvnā aur nayanō̃ key|kī bhāṣhā hai ' . 17Jaisē mukh key|kī bhāṣhā dvārā bāp kā vā rachnā kā parichay dētē hō , aisē silence key|kī śhakti K|kē ādhār par nayanō̃ key|kī bhāṣhā sē nayanō̃ dvārā bāp kā anubhav karā saktē hō . 18Jaisē projector dvārā chitra dikhātē hō , vaisē āpkē mastak K|kē bīch chamaktā huā āpkā vā bāp kā chitra spaṣhṭ dikhā saktē hō . 19Jaisē vartamān samay vāṇī dvārā yād kī yātrā kā anubhav karātē hō , aisē silence key|kī śhakti dvārā āpkā chēhrā ( jiskō mukh kahtē hō ) āp dvārā bhinn-bhinn yād kī sṭējas kā svataḥ hī anubhav karāyēgā .

12At present, you are experiencing through the power of words and the power of the facilities of service, and through this experience, you are achieving success.

20Anubhav karnē vālō̃ kō yah sahaj mahsūs hōgā ki is samay bījrūp stage kā anubhav hō rahā hai vā phariśtē-rūp kā anubhav hō rahā hai vā bhinn-bhinn guṇō̃ kā anubhav āpkē is śhaktiśhālī face sē svataḥ hī hōtā rahēgā . 21Jaisē vāṇī dvārā ātmāō̃ kō snēh K|kē sahyōg key|kī bhāvnā utpanna karātē hō , aisē āpkī śhubh bhāvnā aur snēh K|kē bhāvnā key|kī sthiti mē̃ svayã bhī sthit hōṅgē . 22Tō jaisī āpkī bhāvnā hōgī vaisī bhāvnā unhō̃ mē̃ bhī utpanna hōgī . 23Āpkī śhubh bhāvnā unhō̃ key|kī bhāvnā kō prajvalit karēgī .

13However, the power of silence is very much greater than the power of words and the physical facilities of service.

24Jaisē dīpak , dīpak kō jagā dētā hai , aisē āpkī śhaktiśhālī śhubh bhāvnā aurō̃ mē̃ bhī sarvaśhrēṣhṭha bhāvnā sahaj hī utpanna karāyēgī . 25Jaisē vāṇī dvārā abhī sārā sthūl kārya kartē rahtē hō , aisē silence K|kē śhakti K|kē śhrēṣhṭh sādhan - śhubh saṅkalp key|kī śhakti sē sthūl kārya bhī aisē hī sahaj kar saktē hō vā karā saktē hō . 26Jaisē science key|kī śhakti K|kē sādhan telephone , wireless haĩ , aisē yah śhubh saṅkalp sammukh bāt karnē vā telephone , wireless dvārā kārya karānē kā anubhav karāyēgā . 27Aisē silence key|kī śhakti mē̃ viśhēṣhatāyē̃ haĩ .

14The means of the power of silence is also elevated.

28Silence key|kī śhakti cum|kam nahī̃ hai . 29Lēkin abhī vāṇī key|kī śhakti kō , sthūl sādhanō̃ kō jyādā kārya mē̃ lagātē hō , isliē yah sahaj lagtē haĩ .

15Just as you use pictures, projectors and videos as a means of service through words, in the same way, the means of the power of silence are pure thoughts, good wishes and the language of the eyes.

30Silence key|kī śhakti K|kē sādhanō̃ kō prayōg mē̃ nahī̃ lāyā hai , isliē inkā anubhav nahī̃ hai . 31Vah sahaj lagtā hai , yah mēhnat kā lagtā hai .

16Just as you give the introduction of the Father and the creation through the language of words, in the same way, on the basis of the power of silence and with the language of the eyes you can give an experience of the Father.

32Lēkin samay parivartan pramāṇ yah śhānti key|kī śhakti K|kē sādhan prayōg mē̃ lānē hī hōṅgē . 33Isliē , hē śhānti dēvā śhrēṣhṭh ātmāyē̃  !

17Just as you show images through the projector, in the same way, you can clearly show the sparkling image of yourself and the Father in the centre of your forehead.

34Is śhānti key|kī śhakti kō anubhav mē̃ lāō . 35Jaisē vāṇī key|kī practice kartē-kartē vāṇī K|kē śhaktiśhālī hō gayē hō , aisē śhānti key|kī śhakti K|kē bhī abhyāsī bantē jāō . 36Āgē chal vāṇī vā sthūl sādhanō̃ K|kē dvārā sēvā kā samay nahī̃ milēgā .

18Just as, at present, you give people an experience of the pilgrimage of remembrance through words, in the same way, with the power of silence, your face will automatically give the experience of the different stages of remembrance.

37Aisē samay par śhānti key|kī śhakti K|kē sādhan āvaśhyak hōṅgē . 38Kyōṅki jitnā jō mahān śhaktiśhālī śhastra hōtā hai vah cum|kam samay mē̃ kārya jyādā kartā hai . 39Aur jitnā jō mahān śhaktiśhālī hōtā hai vah ati sūkṣhma hōtā hai .

19Those who have that experience will easily feel that, at that time, they are experiencing the seed stage or that they are experiencing the angelic stage, or they will automatically experience various virtues through your powerful face.

40Tō vāṇī sē śuddh-saṅkalpa sūkṣhma haĩ , isliē sūkṣhma kā prabhāv śhaktiśhālī hōgā . 41Abhī bhī anubhavī hō , jahā̃ vāṇī dvārā kōī kārya siddha nahī̃ hōtā hai tō kahtē hō - yah vāṇī sē nahī̃ samajhē̃gē , śhubh bhāvnā sē parivartan hōṅgē .

20Just as through words you enable souls to have feelings of love and co­operation, in the same way, when you yourself have good wishes and are stable in the stage of love, then whatever your feelings are, you will enable those same feelings to arise in them.

42Jahā̃ vāṇī kārya kō saphal nahī̃ kar saktī , vahā̃ silence key|kī śhakti kā sādhan śubh-saṅkalpa , śhubh-bhāvnā , nayanō̃ key|kī bhāṣhā dvārā rahm aur snēh key|kī anubhūti kārya siddh kar saktī hai . 43Jaisē abhī bhī kōī vād-vivād vālā ātā hai tō vāṇī sē aur jyādā vād-vivād mē̃ ā jātā hai . 44Uskō yād mē̃ biṭhāē silence key|kī śhakti kā anubhav karātē hō nā . 45Ēk second bhī agar yād dvārā śhānti kā anubhav kar lētē haĩ tō svayã hī apnī vād-vivād key|kī buddhi kō silence key|kī anubhūti kē āgē surrender kar dētē haĩ .

21Your good wishes will ignite their feelings.

46Tō is silence key|kī śhakti kā anubhav baṛhātē jāō . 47Abhī yah silence key|kī śhakti key|kī anubhūti bahut cum|kam hai .

22Just as a lamp ignites a lamp, in the same way, your powerful good wishes will easily make the most elevated feelings arise in others.

48Silence key|kī śhakti kā ras ab tak majority nē sirph añchalī mātra anubhav kiyā hai . 49Hē śhānti-dēvā . 50Āpkē bhakta āpkē jaṛ chitrō̃ sē śhānti kā alpkāl kā anubhav kartē haĩ , jyādā karkē māṅgtē bhī śhānti hai kyōṅki śhānti mē̃ sukh samāyā huā hai .

23Just as you now carry out all the physical tasks through words, in the same way, you can just as easily carry out and enable others to carry out any physical task with the elevated method of the power of silence, that is, with the power of pure thoughts.

51Tō bāpdādā dēkh rahē thē śhānti key|kī śhakti K|kē anubhavī ātmāyē̃ kitnī haĩ , varṇan karnē vālī kitnī haĩ aur prayōg karnē vālī kitnī haĩ . 52Iskē liē - ‘ antarmukhtā aur ēkāntvāsī ' bannē key|kī āvaśhyaktā hai .

24Just as the facilities of the power of science are the telephone and wireless, in the same way, these pure thoughts will give you the experience of speaking directly, face to face, or like having a task carried out through the telephone or the wireless.

53Bāharmukhtā mē̃ ānā sahaj hai lēkin antarmukhī kā abhyās abhī samay pramāṇ bahut chāhiē . 54Kaī bachchē kahtē haĩ - ēkāntvāsī bannē kā samay nahī̃ miltā , antarmukhī-sthiti kā anubhav karnē kā samay nahī̃ miltā kyōṅki sēvā key|kī pravr̥itti , vāṇī K|kē śhakti key|kī pravr̥itti bahut baṛh gaī hai . 55Lēkin iskē liē kōī ikaṭṭhā ādhā vā ēk ghaṇṭā nikālnē key|kī āvaśhyaktā nahī̃ hai . 56Sēvā key|kī pravr̥itti mē̃ rahtē bhī bīch-bīch mē̃ itnā samay mil saktā hai jō ēkāntvāsī bannē kā anubhav karō .

25These are the specialities of the power of silence.

57Ēkāntvāsī arthāt kōī bhī ēk śhaktiśhālī sthiti mē̃ sthit hōnā . 58Chāhē bījrūp sthiti mē̃ sthit hō jāō , chāhē light-house , māiṭ-hāus sthiti mē̃ sthit hō jāō arthāt viśhva kō light-might dēnē vālē - is anubhūti mē̃ sthit hō jāō . 59Chāhē phariśhtēpan key|kī sthiti dvārā aurō̃ kō bhī avyakt-sthiti kā anubhav karāō . 60Ēk second vā ēk minute agar is sthiti mē̃ ēkāgr hō sthit hō jāō tō yah ēk minute key|kī sthiti svayã āpkō aur aurō̃ kō bhī bahut lābh dē saktī hai .

26The power of silence is no less.

61Sirph iskī practice chāhiē . 62Ab aisā kaun hai jiskō ēk minute bhī phursat nahī̃ mil saktī  ?

27However, because you use the power of words and physical facilities a lot more, you find that easy.

63Jaisē pahlē traffic control kā programme banā tō kaī sōchtē thē - yah kaisē hō saktā  ? 64Sēvā key|kī pravr̥itti bahut baṛī hai , busy rahtē haĩ .

28You haven't yet experimented with the methods of the power of silence and this is why you haven't got that experience.

65Lēkin lakṣhya rakhā tō hō rahā hai nā .

29You find the other way easy and this one difficult.

66Programme chal rahā hai nā . 67Centres par yah traffic control kā programme chalātē hō vā kabhī miss kartē , kabhī chalātē  ? 68Yah ēk brāhmaṇ kul key|kī rīti hai , niyam hai .

30However, according to the transformation of time, you will definitely have to use the methods of the power of silence. 31Therefore, o elevated souls, bestowers of peace, gain experience of the power of silence.

69Jaisē aur niyam āvaśhyak samajhtē hō , aisē yah bhī sva-unnati kē liē vā sēvā key|kī saphaltā kē liē , sēvākēndra K|kē vātāvaraṇ kē liē āvaśhyak hai .

32Just as by practising with words, you have become powerful in words, in the same way, continue to become more practised in the power of silence.

70Aisē antarmukhī , ēkāntvāsī bannē K|kē abhyās K|kē lakṣhya kō lēkar apnē dil key|kī lagan sē bīch-bīch mē̃ samay nikālō . 71Mahatva jānnē vālē kō samay svataḥ hī mil jātā hai . 72Mahatva nahī̃ hai tō samay bhī nahī̃ miltā .

33As you progress further, you won't have time to serve through words or physical facilities. 34At such a time the methods of the power of silence will be necessary because that which is greatly powerful will also be extremely subtle.

73Ēk powerful sthiti mē̃ apnē man kō , buddhi kō sthit karnā hī ēkāntvāsī bannā hai .

35So, pure thoughts are more subtle than words and this is why the impact of the subtle will be powerful.

74Jaisē sākār brahmā bāp kō dēkhā , sampūrṇtā key|kī samīpatā key|kī niśhānī - sēvā mē̃ rahtē , samāchār bhī suntē-suntē ēkāntvāsī ban jātē thē .

36Even now you are experienced in that where the power of words cannot carry out a task, you say: This one will not understand through words, he will only be transformed through pure feelings.

75Yah anubhav kiyā nā . 76Ēk ghaṇṭē K|kē samāchār kō bhī 5 minute mē̃ sār samajh bachchō̃ kō bhī khuśh kiyā aur apnī antarmukhī , ēkāntvāsī sthiti kā bhī anubhav karāyā .

37Where words cannot make a task successful, the experience of mercy and love through the means of the power of silence ­ pure thoughts, good wishes and the language of the eyes ­ can accomplish a task.

77Sampūrṇtā key|kī niśhānī - antarmukhī , ēkāntvāsī sthiti chaltē-phirtē , suntē , kartē anubhav kiyā .

38Even now, when someone who debates a lot comes, through words he would debate even more.

78Tō follow father nahī̃ kar saktē hō  ? 79Brahmā bāp sē jyādā jimmēvārī aur kiskī hai kyā  ?

39Therefore, you make that one sit in remembrance and give him the experience of the power of silence, do you not?

80Brahmā bāp nē kabhī nahī̃ kahā ki maĩ bahut busy hū̃ . 81Lēkin bachchō̃ kē āgē example banē .

40If he then experiences peace for even a second through remembrance, he himself will surrender his debating intellect in front of the experience of silence.

82Aisē abhī samay pramāṇ is abhyās key|kī āvaśhyaktā hai .

41So, continue to increase the experience of the power of silence.

83Sab sēvā K|kē sādhan hōtē huē bhī silence key|kī śhakti K|kē sēvā key|kī āvaśhyaktā hōgī kyōṅki silence key|kī śhakti anubhūti karānē key|kī śhakti hai .

42As yet, there is very little experience of this power of silence. 43The majority of you have only experienced as little as a drop of the sweetness of the power of silence.

84Vāṇī key|kī śhakti kā tīr bahut karkē dimāg tak pahuñchtā hai aur anubhūti kā tīr dil tak pahuñchtā hai .

44O bestowers of peace, your devotees ask your non­living images for peace more than anything else because happiness is merged in peace.

85Tō samay pramāṇ ēk second mē̃ anubhūti karā lō - yahī pukār hōgī . 86Sunanē-sunānē K|kē thakē huē āyēṅgē . 87Silence key|kī śhakti K|kē sādhanō̃ dvārā najar sē nihāl kar dēgē .

45They only experience that for a short time. 46So, BapDada was seeing how many souls have the experience of the power of silence, how many souls speak about it and how many souls experiment with it.

88Śhubh saṅkalp sē ātmāō̃ K|kē vyarth saṅkalpō̃ kō samāpt kar dēgē .

47For this, there is a need to become introverted and to stay in solitude.

89Śhubhbhāvnā sē bāp key|kī taraph snēh key|kī bhāvnā utpanna karā lē̃gē . 90Aisē un ātmāō̃ kō śhānti key|kī śhakti sē santuṣhṭ karē̃gē , tab āp chaitanya śhānti dēv ātmāō̃ kē āgē ‘ śhānti dēvā , śhānti dēvā ' kah karkē mahimā karē̃gē aur yahī antim saṅskār lē jānē K|kē kāraṇ dvāpar mē̃ bhakta ātmā ban āpkē jaṛ chitrō̃ key|kī yah mahimā karē̃gē . 91Yah traffic control kā bhī mahatva kitnā baṛā hai aur kitnā āvaśhyak hai - yah phir sunāyēṅgē . 92Lēkin śhānti key|kī śhakti K|kē mahatva kō svayã jānō aur sēvā mē̃ lagāō .

48It is easy to come into extroversion.

93Samjhā  ? 94Āj pañjāb āyā hai nā . 95Pañjāb mē̃ sēvā kā mahatva bhī silence key|kī śhakti kā hai .

49However, according to the time now, a lot of practice of being introverted is required.

96Silence key|kī śhakti sē hiṃsak vr̥itti vālē kō ahiṃsak banā saktē hō . 97Jaisē sthāpanā K|kē ādi K|kē samay mē̃ dēkhā - hiṃsak vr̥itti vālē rūhānī śhānti key|kī śhakti kē āgē parivartan hō gayē nā .

50Some children say that they don't have time to be in solitude, that they don't have time to experience the stage of introversion, because the activities of service and of the power of words have increased a lot.

98Tō hiṃsak vr̥itti kō śhānt banānē vālī śhānti key|kī śhakti hai .

51However, there is no need to find half an hour or an hour at a time for this.

99Vāṇī sunnē kē liē taiyār hī nahī̃ hōtē . 100Jab prakr̥iti key|kī śhakti sē garmī vā sardī key|kī lahar chārō̃ ōr phail saktī hai tō prakr̥itipati key|kī śhānti key|kī lahar chārō̃ ōr nahī̃ phail saktī  ?

52While in the midst of the activities of service, you can find that much time in between in which you can experience being in solitude. 53To be in solitude means to stabilise yourself in any one powerful stage.

101Science K|kē sādhan bhī garmī kō sardī K|kē vātāvaraṇ mē̃ badal saktē haĩ tō rūhānī śhakti rūhō̃ kō nahī̃ badal saktī  ? 102Tō pañjāb vālō̃ nē kyā sunā  ?

54You can become stable in the seed stage, become stable in the stage of a lighthouse or a might­house, that is, you can become stable in the stage of being one who gives light and might to the world.

103Sabhī kō vibration āvē ki kōī śhānti kā puñj , śhānti key|kī kiraṇē̃ dē rahē haĩ .

55Through the angelic stage, give others the experience of the avyakt stage.

104Aisī sēvā karnē kā samay pañjāb kō milā hai . 105Function , pradarśhanī ādi , vah tō kartē hī hō lēkin is śhakti kā anubhav karō aur karāō .

56If you concentrate on this stage for even one second or one minute, then having this stage for even one minute can give you and others a lot of benefit.

106Sirph apnē man key|kī ēkāgr vr̥itti , śhaktiśhālī vr̥itti chāhiē .

57You just need to practise this. 58Now, who is there who would not have time for even a minute?

107Light house jitnā śhaktiśhālī hōtā hai , utnā dūr tak light dē saktā hai .

59When the system of traffic control started, some used to think: How is this possible?

108Tō pañjāb vālō̃ kē liē yah samay hai is śhakti kō prayōg mē̃ lānē kā . 109Samjhā  ?

60The activity of service is very big and you remain busy.

110Achchhā . 111Āndhra pradēśh kā bhī group hai .

61However, since you kept the aim, it has become possible.

112Vah kyā karē̃gē  ? 113Tūphān kō śhānt karē̃gē .

62That programme is continuing, is it not?

114Āndhrā mē̃ tūphān bahut ātē haĩ nā . 115Tūphānō̃ kō śhānt karnē kē liē bhī śhānti key|kī śhakti chāhiē .

63Do you have this programme of traffic control at the centres or do you sometimes miss traffic control it and sometimes have it?

116Tūphānō̃ mē̃ manuṣhya ātmāyē̃ bhaṭak jātī haĩ .

64This too is a system of the Brahmin clan; it is a discipline.

117Tō bhaṭakī huī ātmāō̃ kō śhānti kā ṭhikānā dēnā - yah āndhrā vālō̃ key|kī viśhēṣh sēvā hai . 118Agar śharīr sē bhī bhaṭaktē haĩ tō pahlē man bhaṭaktā hai , phir śharīr bhaṭaktā hai .

65Just as you consider other disciplines to be essential, in the same way, this too is necessary for progress of the self, for success in service and for the atmosphere of the centre.

119Man K|kē ṭhikānē sē śharīr K|kē ṭhikānē kē liē bhī buddhi kām karēgī . 120Agar man kā ṭhikānā nahī̃ hōtā tō śharīr K|kē sādhanō̃ kē liē bhī buddhi kām nahī̃ kartī .

66So, by keeping the aim of having the practice of being introverted and in solitude, with that deep love from your heart, find time to do this from time to time.

121Isliē , sabkē man kō ṭhikānē par lagānē kē liē is śhakti kō kārya mē̃ lagāō .

67Those who know the importance of this will automatically find time.

122Dōnō̃ kō tūphānō̃ sē bachānā hai . 123Vahā̃ hiṅsā kā tūphān hai , vahā̃ samudra kā tūphān hai . 124Vahā̃ vyaktiyō̃ kā hai , vahā̃ prakr̥iti kā hai .

68If there isn't that importance given to it, you won't find that time. 69To stabilise your mind and intellect in a powerful stage is to be in solitude.

125Lēkin hai dōnō̃ taraph tūphān . 126Tūphān vālō̃ kō śhānti kā tōhphā dō . 127Tōhphā tūphān kō badal lēgā . 128Achchhā .

70You saw sakar Brahma Baba: the sign of coming close to perfection was that, while in service, while listening to news, he used to go into solitude.

129Chārō̃ ōr K|kē śhānti dēvā śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , chārō̃ ōr K|kē antarmukhī mahān ātmāō̃ kō , sadā ēkāntvāsī ban karma mē̃ ānē vālē karmayōgī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , sadā śhānti key|kī śhakti kō prayōg karnē vālē śhrēṣhṭh yōgī ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē . 130Party sē avyakt bāpdādā key|kī mulākāt 131Sadā apnē kō śhrēṣhṭh bhāgyavān samajhtē hō  ? 132Ghar baiṭhē bhāgyavidhātā dvārā śhrēṣhṭh bhāgya mil gayā .

71You experienced this, did you not?

133Ghar baiṭhē bhāgya milnā - yah kitnī khuśhī key|kī bāt hai  ! 134Avināśhī bāp , avināśhī prāpti karātē haĩ . 135Tō avināśhī arthāt sadā , kabhīkabhī nahī̃ .

72He would understand the news of one hour in its essence in five minutes and would make the children happy and also give them the experience of his stage of introversion and solitude.

136Tō bhāgya kō dēkhkar sadā khuśh rahtē hō  ? 137Her|har samay bhāgya aur bhāgyavidhātā - dōnō̃ hī svataḥ yād rahē̃ . 138Sadā ‘ vāh , mērā śhrēṣhṭh bhāgya  !

73The sign of perfection is that he experienced the stage of introversion and solitude while walking and moving around and while listening and doing things.

139' - yahī gīt gātē rahō . 140Yah man kā gīt hai .

74So, are you not able to follow the father?

141Jitnā yah gīt gātē utnā sadā hī uṛtī kalā kā anubhav kartē rahē̃gē .

75Does anyone have greater responsibility than that which Father Brahma had?

142Sārē kalp mē̃ aisā bhāgya prāpt karnē kā yah ēk hī samay hai . 143Isliyē slōgan bhī hai ‘ ab nahī̃ tō kab nahī̃ ' .

76Father Brahma never said that he was too busy, but he became an example in front of the children.

144Jō bhī śhrēṣhṭh kārya karnā hai , vah ab karnā hai .

77Now, according to the time, there is a need for this practice.

145Her|har kārya mē̃ her|har samay yah yād rakhō ki ‘ ab nahī̃ tō kab nahī̃ . 146' jiskō yah smr̥iti mē̃ rahtā hai vah kabhī bhī samay , saṅkalp vā karma west|waste hōnē nahī̃ dēgē , sadā jamā kartē rahē̃gē .

78While having all facilities of service, there will be a need to serve through the power of silence because the power of silence is a power that gives an experience.

147Vikarma key|kī tō bāt hī nahī̃ hai lēkin vyarth karma bhī dhōkhā dē dētē haĩ . 148Tō her|har second K|kē her|har saṅkalp kā mahattva jāntē hō nā .

79Mostly, with the power of words, the arrow only hits as far as the head, whereas the arrow of experience reaches the heart.

149Jamā kā khātā sadā bhartā rahē . 150Agar her|har second vā her|har saṅkalp śhrēṣhṭh jamā kartē hō , vyarth nahī̃ ganvātē hō tō 21 janm kē liē apnā khātā śhrēṣhṭh banā lētē hō .

80So, according to the time, there will be the cry: Give us an experience for just a second. 81Those who are tired of listening and speaking will come.

151Tō jitnā jamā karnā chāhiē utnā kar rahē hō  ? 152Is bāt par aur underline karnā - ēk second bhī , saṅkalp bhī vyarth na jāē .

82With the methods of the power of silence, you will be able to take them beyond with a glance.

153Vyarth khatm hō jāyēgā tō sadā samarth ban jāyēgā . 154Achchhā .

83With your pure thoughts, you will be able to end the waste thoughts of souls.

155Āndhrapradēś mē̃ garībī bahut hai nā . 156Aur āp phir itnē hī sāhūkār hō  !

84With your pure feelings, you will enable their feelings of love for the Father to emerge.

157Chārō̃ ōr garībī baṛhtī jātī hai aur āpkē yahā̃ sāhūkārī baṛhtī jātī hai kyōṅki gyān kā dhan ānē sē yah sthūl bhī svataḥ hī dāl-rōṭī milnē jitnā ā hī jātā hai .

85Only when you make those souls content with the power of silence will they sing praise in front of you souls who are the living bestowers of peace, "O bestower of peace, o bestower of peace."

158Kōī brāhmaṇ bhūkhā rahtā hai  ? 159Tō sthūl dhan key|kī garībī bhī samāpt hō jātī hai kyōṅki samajhdār ban jātē haĩ .

86Then, by carrying this last sanskar with themselves, they will become devotee souls in the copper age and sing this praise in front of your non­living images.

160Kām varkē svayã kō khilānē kē liē vā parivār kō khilānē kē liē bhī samajh ā jātī hai .

87Baba will tell you at some other time about the importance of traffic control and also how necessary it is.

161Isliē double sāhūkārī ā jātī hai . 162Śharīr kō bhī achchhā aur man kō bhī achchhā .

88However, know the power of silence for yourself and use it for service.

163Dāl-rōṭī ārām sē mil rahī hai nā .

89Do you understand? 90Today, Punjab has come.

164Brahmākumār-brahmākumārī bannē sē royal bhī hō gayē , sāhūkār bhī hō gayē aur anēk janm mālāmāl rahē̃gē .

91In Punjab, there is importance of service through the power of silence.

165Jaisē pahlē chaltē thē , rahtē thē , pahantē thē … ussē abhī kitnē royal hō gayē hō  !

92With the power of silence, you can make those with a violent attitude non­violent.

166Abhī sadā hī svachchha rahtē hō . 167Pahlē kapṛē bhī mailē pahanē̃gē , abhī andar bāhar dōnō̃ sē svachchha hō gayē . 168Tō brahmākumār bannē mē̃ phāydā hō gayā nā .

93You saw at the time of the beginning of establishment how those who had a violent attitude were transformed in front of the spiritual power of silence.

169Sab badal jātā hai , parivartan hō jātā hai . 170Pahlē key|kī śhakla , akla dēkhō aur abhī bhī dēkhō tō phark kā patā chalēgā .

94So, it is the power of silence that will quieten those with a violent attitude. 95They are just not ready to listen to words.

171Abhī rūhāniyat key|kī jhalak ā gaī hai , isliē sūrat hī badal gaī hai . 172Tō sadā aisē khuśhī mē̃ nāchtē rahō . 173Achchhā . 174Double vidēśhī bhāī bahinō̃ sē - double vidēśhī hō  ?

96When a wave of heat or cold is able to spread everywhere with the power of nature, then can the waves of silence not be spread everywhere by the lords of nature?

175Vaisē tō sabhī brāhmaṇ ātmāyē̃ isī bhārat dēśh kī haĩ . 176Anēk janm bhāratvāsī rahē hō .

97Instruments of science can transform a very hot atmosphere into a cool atmosphere.

177Yah tō sēvā kē liē anēk sthānō̃ par pahuñchē̃ hō .

98So, can spiritual power not transform souls?

178Isliē yah niśhānī hai ki jab bhārat mē̃ ātē hō arthāt madhuban dharnī mē̃ yā brāhmaṇ parivār mē̃ ātē hō tō apnāpan anubhav kartē hō . 179Vaisē vidēśh key|kī vidēśhī ātmāyē̃ kitnē bhī najdīk samparka vālī hō̃ , sambandh vālī hō̃ lēkin jaisē yahā̃ ātmā kō apnāpan lagtā hai , aisē nahī̃ lagēgā  ! 180Jitnī najdīk vālī ātmā hōgī utnī apnēpan key|kī jyādā mahsūstā hōgī . 181Sōchnā nahī̃ paṛēgā ki maĩ thā yā maĩ hō saktā hū̃ .

99So, what did those from Punjab hear?

182Har ēk sthūl vastu bhī ati pyārī lagēgī . 183Jaisē kōī apnī chīz hōtī hai nā .

100Everyone should feel the vibrations of someone with a treasure­store of peace giving them rays of peace.

184Apnī chīz sadā pyārī lagtī hai . 185Tō yah niśhāniyā̃ haĩ .

101It is Punjab that has been given time to do such service.

186Bāpdādā dēkh rahē haĩ ki dūr rahtē bhī dil sē sadā najdīk rahnē vālē haĩ .

102You hold functions and exhibitions anyway, but experience this power and also give others this experience.

187Sārā parivār āpkō is śhrēṣhṭh bhāgyavān key|kī najar sē dēkhtē haĩ .

103Your mind needs to have a concentrated and powerful attitude.

188Achchhā . 189Vidāī K|kē samay - satgurūvār key|kī yādpyār ( prātaḥ 6 bajē )

104The more powerful a lighthouse is, the further it can send its light.

190Vr̥ikṣhapati divas par vr̥ikṣha K|kē pahlē ādi amūlya pattō̃ kō vr̥ikṣhapati bāp kā yādpyār aur namastē .

105So, this is the time for those from Punjab to experiment with this power. 106Do you understand?

191Br̥ihaspati kī daśhā tō sabhī śhrēṣhṭh ātmāō̃ par hai hī .

107Achcha. 108A group from Andhra Pradesh has also come.

192Rāhū kī daśhā aur anēk daśhāyē̃ samāpt huī .

109What will you do? 110You will quieten the storms.

193Abhī ēk hī vr̥ikṣhapati key|kī , br̥ihaspati kī daśhā her|har brāhmaṇ ātmā key|kī sadā rahtī hai .

111Many storms come in Andhra. 112In order to quieten the storms, the power of silence is needed.

194Tō br̥ihaspati kī daśhā bhī hai aur din bhī br̥ihaspati kā hai aur vr̥ikṣhapati apnē vr̥ikṣha K|kē ādi pattō̃ sē milan manā rahē haĩ .

113Human souls are left wandering in storms. 114So, to give wandering souls the destination of peace is the special service of those from Andhra.

195Tō sadā yād hai aur sadā yād rahēgī . 196Sadā pyār mē̃ samāyē huē hō aur sadā hī pyārē rahē̃gē .

115When they end up wandering physically, first it is their minds that wander, and then the bodies wander.

197Samjhā  ? 198Dādī jī ēk din K|kē rājapīpal ( gujarāt ) mēlē mē̃ jānē key|kī chhuṭṭī lē rahī haĩ

116When their mind is fixed (stable), their intellect will work for the support of the body.

199Viśhēṣh ātmāō̃ K|kē her|har kadam mē̃ padmō̃ key|kī kamāī hai . 200Baṛō̃ kā sahyōg bhī chhatrachhāyā ban chār chānd lagā dētā hai .

117If the mind is not stable, then the intellect doesn't work even for the physical facilities required for the body.

201Jahā̃ bhī jāō vahā̃ sabhī kō ēk-ēk K|kē nām sē yādpyār svīkār karānā .

118Therefore, in order to put everyone's mind at rest, use this power.

202Nām key|kī mālā tō bhakti mē̃ bachchō̃ nē bahut japī .

119Both (Punjab and Andhra) have to be saved from storms.

203Abhī bāp yah mālā śhurū karē̃gē tō baṛī mālā hō jāyēgī .

120There, they have storms of violence and the other has storms of the ocean.

204Isliē jō bhī jahā̃ bhī bachchē ( viśhēṣh ātmāyē̃ ) jātē haĩ - vahā̃ viśhēṣh umaṅg-utsāh baṛh jātā hai .

121There, it is from the people and here it is from matter. 122However, there are storms in both places.

205Viśhēṣh ātmāō̃ kā jānā arthāt sēvā mē̃ aur viśhēṣhtā ānā .

123Give the gift of silence to those who have storms. 124The gift will transform the storms. 125Achcha.

206Yahā̃ sē śhurū hōtā hai - sirph dharnī mē̃ charaṇ ghumākar jānā . 207Tō charaṇ ghumānā mānā chakra lagānā . 208Yahā̃ sēvā mē̃ chakra lagātē hō , vahā̃ bhakti mē̃ unhōnnē charaṇ rakhnē kā mahatva banāyā hai . 209Lēkin śhurū tō sab yahā̃ sē hī hōtā hai .

126To all the elevated souls everywhere who are bestowers of peace, to all the great introverted souls everywhere, to the elevated karma yogi souls who always come into action while in solitude, to the elevated yogi souls who always experiment with the power of silence, BapDada's love, remembrance and namaste.

210Chāhē ādhā ghaṇṭā , ēk ghaṇṭā bhī kahā̃ jātē hō tō sab khuśh hō jātē haĩ . 211Lēkin yahā̃ sēvā hōtī hai .

127Blessing: May you be a confluence­aged elevated fortunate soul who becomes merged in the lap of God's remembrance.

212Bhakti mē̃ sirph charaṇ rakhnē sē khuśhī anubhav kartē haĩ . 213Sab sthāpanā yahā̃ sē hī hō rahī hai . 214Pūrā hī bhakti mārg kā foundation yahā̃ sē hī paṛtā hai , sirph rūp badlī|badalī jō jāyēgā .

128The confluence age is more elevated than the golden age because the praise of the present time is that nothing is lacking in the world of Brahmins. 129You found the one Father and you found everything.

215Tō jō bhī mēlā sēvā kē nimitt banē haĩ arthāt milan manānē key|kī sēvā kē nimitt banē haĩ , un sabhī kō bāpdādā , mēlē K|kē pahlē milan-mēlā manā rahē haĩ .

130Now, you children sometimes swing in the swing of supersensuous joy, sometimes in happiness, sometimes in peace, sometimes in knowledge, sometimes in bliss and sometimes in the swing of God's lap.

216Yah bāp aur bachchō̃ kā mēlā hai , vah sēvā kā mēlā hai . 217Tō sabhī kō dil sē yādpyār .

131This lap of God is the stage of being lost in love through remembrance.

218Achchhā . 219Duniyā mē̃ night club hōtē haĩ aur yah amr̥itvēlā club hai .

132This lap enables you to forget the sorrow and pain of many births in a seceond.

220 ( dādiyō̃ sē ) āp sab amr̥itvēlē K|kē club key|kī members hō .

133So, always keep this elevated world in your awareness and become a fortunate soul.

221Sabhī dēkh karkē khuśh hōtē haĩ . 222Viśhēṣh ātmāō̃ kō dēkh karkē bhī khuśhī hōtī hai . 223Achchhā .

134Slogan: Become so worthy that Baba sings your songs and you sing Baba's songs. 135* * * O M S H A N T I* * *