शुक्रवार 18 दिसंबर 1987 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 118-12-87 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 18-12-87 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2Karmātīt sthiti key|kī guhya paribhāṣhā

1The deep definition of the karmateet stage.

3Karmbandhan key|kī sūkṣhma rassiyō̃ sē mukt hō ‘ karmātīt sthiti ' K|kē samīp pahuñchnē key|kī yuktiyā̃ batātē huē vidēhī bāpdādā bōlē

2Today the Bodiless Father is seeing His elevated children who remain stable in the bodiless stage.

4Āj vidēhī bāpdādā apnē vidēhī sthiti mē̃ sthit rahnē vālē śhrēṣhṭh bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .

3Every Brahmin soul is coming close to his perfect stage through having the elevated aim of becoming bodiless and karmateet.

5Har ēk brāhmaṇ ātmā vidēhī bannē K|kē vā karmātīt bannē K|kē śhrēṣhṭh lakṣhya kō lē sampūrṇ stage K|kē samīp ā rahī hai .

4Today BapDada was seeing the closeness of your karmateet and bodiless stage: Who has come close to this stage and how close have you come to it?

6Tō āj bāpdādā bachchō̃ key|kī karmātīt vidēhī sthiti key|kī samīpatā kō dēkh rahē thē ki kaun-kaun kitnē samīp pahũchē haĩ , ‘ follow brahmā bāp ' kahā̃ tak kiyā hai vā kar rahē haĩ  ? 7Lakṣhya sabhī kā bāp K|kē samīp aur samān bannē kā hī hai .

5To what extent have you followed Father Brahma or are still doing so? 6The aim of all of you is to be close to the Father and become equal to Him, but you become numberwise in the practical form. 7You saw the physical example of Father Brahma staying in that body and yet remaining bodiless, that is, karmateet.

8Lēkin practical mē̃ number-vār ban jātē haĩ .

8So, what is the speciality of becoming karmateet?

9Is dēh mē̃ rahtē vidēhī arthāt karmātīt bannē kā example ( misāl ) sākār mē̃ brahmā bāp kō dēkhā . 10Tō karmātīt bannē key|kī viśhēṣhtā kyā hai  ?

9For as long as you still have that body and you are playing your part through your physical organs on this field of action, you cannot stop performing actions for even a second.

11Jab tak yah dēh hai , karmēndriyō̃ kē sāth is karmakṣhētra par part bajā rahē hō , tab tak karma K|kē binā second bhī rah nahī̃ saktē hō .

10Karmateet means to beyond the bondage of karma while performing actions. 11One is a bondage, and the other is a relationship.

12Karmātīt arthāt karma kartē huē karma K|kē bandhan sē parē . 13Ēk hai bandhan aur dūsrā hai sambandh .

12To enter a relationship of karma through the physical organs is a different matter from being tied in a bondage of karma.

14Karmēndriyō̃ dvārā karma K|kē sambandh mē̃ ānā alag chīz hai , karma K|kē bandhan mē̃ bandhnā vah alag chīz hai .

13Karmic bondage makes you dependent on the limited fruit of karma. 14The word "dependent" proves that you are depending on someone.

15Karmbandhan , karma K|kē had K|kē phal K|kē vaśhībhūt banā dētā hai .

15Those who depend on others become those who wander around like ghosts.

16Vaśhībhūt śhabda hī siddh kartā hai jō kisī K|kē bhī vaśh mē̃ ā jātā .

16What is the condition of a person whom an evil soul has entered?

17Vaśh mē̃ ānē vālē bhūt K|kē samān bhaṭaknē vālē ban jātē haĩ .

17He just wanders around under someone else's control.

18Jaisē aśhuddh ātmā bhūt ban jab pravēśh hōtī hai tō manuṣhya ātmā key|kī kyā hālat hōtī hai  ? 19Parvaśh hō bhaṭaktē rahtē haĩ . 20Aisē karma K|kē vaśhībhūt arthāt karma K|kē vināśhī phal key|kī ichchhā K|kē vaśhībhūt haĩ tō karma bhī bandhan mē̃ bāndh buddhi dvārā bhaṭkātā rahtā hai .

18In the same way, if you are controlled by your actions, that is, if you are controlled by the desires of the perishable fruit of karma, then that karma will tie you in bondage and continue to make your intellect wander. 19That is called the bondage of karma that causes distress for the self and others too.

21Iskō kahā jātā hai karmbandhan , jō svayã kō bhī parēśhān kartā hai aur dūsrō̃ kō bhī parēśhān kartā hai . 22Karmātīt arthāt karma K|kē vaśh hōnē vālā nahī̃ lēkin mālik ban , athārṭī ban varmēndriyō̃ K|kē sambandh mē̃ āyē , vināśhī kāmnā sē nyārā hō karmēndriyō̃ dvārā karma karāyē . 23Ātmā mālik kō karma apnē adhīn na karē lēkin adhikārī ban karma karātā rahē .

20"Karmateet" means someone who is not dependent on karma, but someone who comes into a relationship (connection) with the physical organs as their master, as an authority, someone who is detached from perishable desires and makes the physical organs act. 21The karma should not make the soul, the master, dependent, but as one with rights he should enable the organs to continue to perform actions.

24Karmēndriyā̃ apnē ākarṣhaṇ mē̃ ākarṣhit kartī haĩ arthāt karma K|kē vaśhībhūt bantē haĩ , adhīn hōtē haĩ , bandhan mē̃ bandhtē haĩ .

22When physical organs attract you, it means you are controlled by your actions; you remain dependent and tied in bondage. 23Karmateet means to be beyond this, that is, to be detached from this.

25Karmātīt arthāt issē atīt arthāt nyārā .

24It is the task of the eyes to see, but who is it that enables the eyes to see?

26Ā̃kh kā kām hai dēkhnā lēkin dēkhnē kā karma karānē vālā kaun hai  ?

25The eyes perform the action, but it is the soul that enables that action to be performed.

27Ā̃kh karma karnē vālī hai aur ātmā karma karānē vālī hai . 28Tō karānē vālī ātmā , karnē vālī karmēndriy K|kē vaśh hō jāē - iskō kahtē haĩ karmbandhan . 29Karānē vālē ban karma karāō - iskō kahē̃gē karma K|kē sambandh mē̃ ānā .

26So, when the soul that makes an action be performed becomes dependent on the physical organs that perform the action, that is called bondage of karma. 27When you become one who makes actions be performed or makes an action take place, it is called coming into relationship of karma.

30Karmātīt ātmā sambandh mē̃ ātī hai lēkin bandhan mē̃ nahī̃ rahtī .

28A karmateet soul comes into relationship, but does not remain tied in bondage.

31Kabhī-kabhī kahtē hō nā ki bōlnē nahī̃ chāhtē thē lēkin bōl liyā , karnē nahī̃ chāhtē thē lēkin kar liyā .

29Sometimes, you say: I didn't want to say that, but I just said it. 30I didn't want to do that, but I just did it.

32Iskō kahā jātā hai karma K|kē bandhan mē̃ vaśhībhūt ātmā .

31Such a soul is said to be a soul who is controlled by the bondage of karma.

33Aisī ātmā karmātīt sthiti K|kē najdīk kahē̃gē yā dūr kahē̃gē  ?

32Would such a soul be said to be close or far from the karmateet stage?

34Karmātīt arthāt dēh , dēh K|kē sambandh , padārtha , laukik chāhē alaukik dōnō̃ sambandh sē , bandhan sē atīt arthāt nyārē .

33Karmateet means to be beyond, that is, separate from the bondage of the body, bodily relations, materials and lokik and alokik relationships.

35Bhal sambandh śhabda kahnē mē̃ ātā hai - dēh kā sambandh , dēh K|kē sambandhiyō̃ kā sambandh , lēkin dēh mē̃ vā sambandh mē̃ agar adhīn haĩ tō sambandh bhī bandhan ban jātā hai .

34Although the word used is "relationship" ­ bodily relationships or relationships with physical relatives ­ if there is dependency on the body or the relatives, then that relationship too becomes a bondage.

36Sambandh śhabda nyārā aur pyārā anubhav karānē vālā hai .

35The word "relationship" is one that gives you a lovely and unique experience.

37Āj key|kī sarv ātmāō̃ kā sambandh , bandhan mē̃ sadā svayã kō kisī-n-kisī prakār sē parēśhān kartā rahēgā , duḥkh key|kī lahar anubhav karāyēgā , udāsī kā anubhav karāyēgā .

36The relationships of all souls today have changed into bondages. 37Where a relationship has taken on the form of a bondage, that bondage continues to cause distress for the self in one way or another. 38It will make them experience waves of sorrow or unhappiness.

38Vināśhī prāptiyā̃ hōtē bhī alpkāl kē liē vah prāptiyō̃ kā sukh anubhav karēgā .

39Although having all perishable attainments, they will experience the happiness of those attainments temporarily.

39Sukh K|kē sāth-sāth abhī-abhī prāptisvarūp kā anubhav hōgā , abhī-abhī prāptiyā̃ hōtē bhī aprāpti sthiti kā anubhav hōgā .

40Together with that happiness, one minute they will experience being an embodiment of attainment, and the next minute, although having all attainments, they will experience the stage of a lack of attainment.

40Bharpūr hōtē bhī apnē kō khālī-khālī anubhav karēgā .

41Although full and overflowing, they will feel themselves to be empty.

41Sab kuchh hōtē huē bhī ‘ kuchh aur chāhiē ' - aisē anubhav kartā rahēgā aur jahā̃ ‘ chāhiē-chāhiē ' hai vahā̃ kabhī bhī santuṣhṭatā nahī̃ rahēgī .

42Although having everything, they will continue to experience, "I need something else." 43And, where souls are constantly wanting something, there cannot be contentment.

42Man bhī rājī , tan bhī rājī rahē , dūsrē bhī rājī rahē̃ - yah sadā hō nahī̃ saktā .

44It will not be possible for the mind, for the body or for everyone else to remain constantly happy at all times.

43Kōī na kōī bāt par svayã sē nārāz yā dūsrō̃ sē nārāz na chāhtē bhī hōtā rahēgā . 44Kyōṅki nārāz arthāt na rāz arthāt rāz kō nahī̃ samjhā .

45They will continue to be upset with themselves or with others due to one thing or another, even against their conscious wishes because to be upset means you have not understood the significance.

45Adhikārī ban karmēnndriyō̃ sē karma karānē kā rāz nahī̃ samjhā .

46It means you have not understood the significance of being one who has the right to make the physical organs act.

46Tō nārāz hī hōgā nā .

47So, you would then be upset, would you not?

47Karmātīt kabhī nārāz nahī̃ hōgā kyōṅki vah karmasambandha aur karmbandhan K|kē rāz kō jāntā hai .

48Those who are karmateet will never get upset because they know the significance of the relationship of karma and the bondage of karma.

48Karma karō lēkin vaśhībhūt hōkar nahī̃ , adhikārī mālik hōkar karō .

49Perform actions, not while being dependent, but as one who has a right, as a master.

49Karmātīt arthāt apnē pichhlē karmō̃ K|kē hisāb-kitāb K|kē bandhan sē bhī mukt .

50Karmateet means one who is free from the bondage of his karmic account of past karma.

50Chāhē pichhlē karmō̃ K|kē hisāb-kitāb K|kē phalsvarūp tan kā rōg hō , man K|kē saṅskār anya ātmāō̃ K|kē saṅskārō̃ sē ṭakkar bhī khātē hō̃ lēkin karmātīt , karmabhōg K|kē vaśh na hōkar mālik ban chuktu karāyēṅgē .

51Even if there is an illness of the body due to the karmic account of past karma or if the sanskars of your mind are in conflict with the sanskars of other souls, someone who is karmateet would not be controlled by the suffering of karma, but as a master would enable that account to be settled.

51Karmayōgī ban karmabhōg chuktu karnā - yah hai karmātīt bannē key|kī niśhānī .

52To be a karma yogi and settle the suffering of karma is the sign of becoming karmateet.

52Yōg sē karmabhōg kō muskarātē huē sūlī sē kāṇṭā kar bhasma karnā arthāt karmabhōg kō samāpt karnā hai .

53Through yoga, with a smile, change the suffering of karma from a crucifix to a thorn and burn it, that is, finish the suffering of karma.

53Vyādhi kā rūp na banē .

54It should not take on the form of a disease.

54Jō vyādhi kā rūp ban jātā hai vah svayã sadā vyādhi kā hī varṇan kartā rahēgā .

55When it becomes the form of a disease, then that one himself constantly continues to speak of it as a disease.

55Man mē̃ bhī varṇan karēgā tō mukh sē bhī varṇan karēgā .

56He will speak about it in his own mind and also through his lips.

56Dūsrī bāt - vyādhi kā rūp hōnē kāraṇ svayã bhī parēśhān hōgā aur dūsrō̃ kō bhī parēśhān karēgā .

57Secondly, because of it being the form of a disease, he himself will be distressed and will also make others distressed.

57Vah cillāyēgā aur karmātīt chalā lēgā .

58Such a soul will cry out, whereas someone who is karmateet will manage.

58Kōī kō thōṛā-sā dard hōtā hai tō bhī chillātē bahut haĩ aur kōī kō jyādā dard hōtē bhī chalātē haĩ .

59Some people have only a little pain and they cry out a lot, whereas others have a lot of pain and yet they manage.

59Karmātīt sthiti vālā dēh K|kē mālik hōnē K|kē kāraṇ karmabhōg hōtē huē bhī nyārā bannē kā abhyāsī hai .

60Because one with a karmateet stage is the master of his body, even though he is suffering for his karma, he will have the practice of being detached.

60Bīcabī cha mē̃ aśarīrī-sthiti kā anubhav bīmārī sē parē kar dētā hai .

61Every now and then, the experience of the bodiless stage will take him beyond his illness.

61Jaisē science K|kē sādhan dvārā bēhōśh kar dētē haĩ tō dard hōtē bhī bhūl jātē haĩ , dard feel nahī̃ kartē haĩ kyōṅki davāī kā naśhā hōtā hai . 62Tō karmātīt avasthā vālē aśharīrī bannē K|kē abhyāsī hōnē kāraṇ bīch-bīch mē̃ yah rūhānī injection lag jātā hai .

62Just as when someone in pain is made unconscious through the facilities of science so that his pain is forgotten and he doesn't feel that pain because there is the drowsy effect of that drug, similarly, because someone in his karmateet stage has the practice of being detached, he has this spiritual injection every now and again.

63Is kāraṇ sūlī sē kāṇṭā anubhav hōtā hai .

63Then, through this, he experiences the crucifix as a thorn.

64Aur bāt - follow father hōnē K|kē kāraṇ viśhēṣh āgyākārī bannē kā pratyakṣha phal bāp sē viśhēṣh dil key|kī duāyē̃ prāpt hōtī haĩ .

64And, another thing, through following the Father, as visible fruit of being especially obedient, he receives special blessings from the Father's heart.

65Ēk apnā aśharīrī bannē kā abhyās , dūsrā āgyākārī bannē kā pratyakṣhaphal bāp key|kī duāyē̃ , vah bīmārī arthāt karmabhōg kō sūlī sē kāṇṭā banā dētī haĩ .

65First is their own practice of being bodiless and secondly, the blessings from the Father as a result of their being obedient change the illness, that is, the suffering from karma, from a crucifix to a thorn.

66Karmātīt śhrēṣhṭh ātmā karmabhōg kō , karmyōg key|kī sthiti mē̃ parivartan kar dēgī .

66An elevated karmateet soul will change the suffering of karma with his stage of karma yoga.

67Tō aisā anubhav hai vā bahut baṛī bāt samajhtē hō  ?

67So, do you experience this or do you feel it is a very big thing?

68Sahaj hai vā muśhkil hai  ?

68Is it easy or difficult?

69Chhōṭī kō baṛī bāt banānā yā baṛī kō chhōṭī bāt banānā - yah apnī sthiti kē ūpar hai .

69To make a small thing big or to make a big thing small depends on your own stage.

70Parēśhān hōnā vā apnē adhikārīpan key|kī śhān mē̃ rahnā - apnē ūpar hai .

70To be distressed or to maintain the honour of being a master depends on yourself.

71Kyā hō gayā vā jō huā vah achchhā huā - yah apnē ūpar hai .

71"What has happened?" or "Whatever happened is good" depends on yourself.

72Yah niśhchay burē kō bhī achchhē mē̃ badal saktā hai kyōṅki hisāb-kitāb chuktu hōnē K|kē kāraṇ vā samay prati samay practical paper drama anusār hōnē K|kē kāraṇ kōī bātē̃ achchhē rūp mē̃ sāmnē āyēṅgī aur kaī bār achchhā rūp hōtē huē bhī bāhar kā rūp nuksān vālā hōgā vā jiskō āp kahtē hō yah is rūp sē achchhā nahī̃ huā .

72This faith can change bad into good, because due to settling your karmic accounts and due to taking a practical paper from time to time, according to the drama, some things will come in front of you in a good form, whereas at other times, some things would have a good form, but would seem externally to have a harmful form. 73You would refer to this and say: It wasn't good in that form.

73Bātē̃ āyēṅgī abhī tak bhī aisē rūp key|kī bātē̃ ātī rahī haĩ aur ātī bhī rahē̃gī . 74Lēkin nuksān K|kē pardē K|kē andar phāydā chhipā huā hōtā hai .

74Situations will come and, even now, situations continue to come and will continue to come in those forms, but behind the curtain of loss, benefit is hidden. 75The external curtain would appear to be one of loss.

75Bāhar kā pardā nuksān kā dikhāī dētā hai , agar thōṛā-sā samay dhairyavat avasthā , sahanśhīl sthiti sē antarmukhī hō dēkhō tō bāhar K|kē pardē K|kē andar jō chhipā huā hai āpkō vahī dikhāī dēgā , ūpar kā dēkhtē bhī nahī̃ dēkhē̃gē .

76If you were to be patient for a little while and have a tolerant stage and see everything with introversion, you would be able to see what is hidden behind the external curtain, and, even while seeing the superficial form, you wouldn't see it. 77You are holy swans, are you not? 78Since those swans can separate stones from jewels, then holy swans would take the hidden benefit; they would find the benefit amid the loss.

76Holy hans hō nā  ?

79Do you understand?

77Jab vah hans kaṅkaṛ aur ratna kō alag kar saktā hai tō holy hans apnē chhipē huē phāydē kō lē lēgā , nuksān K|kē bīch phāydē kō ḍhūṛh lēgā .

80You quickly become afraid and so what happens then? 81Whatever you had thought was good also changes when you become afraid. 82So, do not be afraid. 83Seeing the karma, do not become trapped in the bondage of karma.

78Samjhā  ?

84"What happened?

79Jaldī ghabrā jātē haĩ nā .

85How did it happen? 86It should not happen like that.

80Issē kyā hōtā  ?

87Why does it always happen to me?

81Jō achchhā sōchā jātā vah bhī ghabrānē K|kē kāraṇ badal jātā hai .

88It is just my fortune that is like that." 89You continue to tie strings like this.

82Tō ghabrāō nahī̃ .

90These thoughts are the strings.

83Karma kō dēkh karma K|kē bandhan mē̃ nahī̃ phansō .

91Therefore, you become tied in the bondage of karma.

84Kyā hō gayā , kaisē hō gayā , aisā tō hōnā nahī̃ chāhiē , mērē sē hī kyō̃ hōtā , mērā hī bhāgya śhāyad aisā hai - yah rassiyā̃ bāndhtē jātē hō .

92Waste thoughts are the subtle strings of the bondage of karma. 93A karmateet soul would say, "Whatever happens is good, I am good, the Father is good and the drama too is good.

85Yah saṅkalp hī rassiyā̃ haĩ .

94These thoughts work like scissors to cut the bondage.

86Isliē karma K|kē bandhan mē̃ ā jātē hō .

95Once the bondages are cut you become karmateet, do you not?

87Vyarth saṅkalp hī karmbandhan key|kī sūkṣhma rassiyā̃ haĩ .

96Because of being children of the Benefactor Father, every second of the confluence age is benevolent.

88Karmātīt ātmā kahēgī - jō hōtā hai vah achchhā hai , maĩ bhī achchhā , bāp bhī achchhā , drama bhī achchhā .

97At every second, your business is to bring benefit; your service is to bring benefit. 98The occupation of Brahmins is world transformers, world benefactors.

89Yah bandhan kō kāṭnē key|kī kaiñcī kā kām kartī hai .

99For souls who have such faith in the intellect, every moment is definitely benevolent.

90Bandhan kaṭ gayē tō ‘ karmātīt ' hō gayē nā .

100Do you understand? 101There are a lot more definitions in the language for karmateet.

91Kalyāṇkārī bāp K|kē bachchē hōnē K|kē kāraṇ saṅgamyug kā her|har second kalyāṇkārī hai .

102Just as the philosophy of karma is deep, so the definition of the karmateet stage is also very great, and it is essential to become karmateet.

92Her|har second kā āpkā dhandhā hī kalyāṇ karnā hai , sēvā hī kalyāṇ karnā hai .

103Without becoming karmateet, you cannot go with the Father. 104Who will go with the Father? 105Those who are equal.

93Brāhmaṇō̃ kā occupation ( dhandhā ) hī hai viśhva-parivartak , viśv-kalyāṇī .

106You saw Father Brahma and how he achieved his karmateet stage. 107To follow him in becoming karmateet means to become worthy to go with the Father.

94Aisē niśhchaybuddhi ātmā kē liē her|har ghaṛī niśhchit kalyāṇkārī hai .

108Enough said for today. 109Just check this much now, and then Baba will tell you more.

95Samjhā  ?

110Achcha.

96Abhī tō karmātīt key|kī paribhāṣhā bahut hai . 97Jaisē karmō̃ kī gati gahan hai , karmātīt sthiti key|kī paribhāṣhā bhī baṛī mahān hai . 98Aur karmātīt bannā jarūrī hai . 99Binā karmātīt bannē kē sāth nahī̃ chalē̃gē .

111To all those who remain stable in the stage of having a right, to those who change the bondage of karma into the relationship of karma, to those who change the suffering of karma into the karma yoga stage and change a crucifix into a thorn, to those who bring benefit at every second, to those who experience being close to the karmateet stage like Father Brahma, to such special souls, BapDada's love, remembrance and namaste.

100Sāth kaun jāyēṅgē  ? 101Jō samān hōṅgē .

112Blessing: May you experience the ascending stage by being honest and remaining clear in front of the Father.

102Brahmā bāp kō dēkhā - karmātīt sthiti kō kaisē prāpt kiyā  ?

113To reveal yourself in front of the Father as you are and what you are is the greatest method for the ascending stage.

103Karmātīt bannē kā follow karnā arthāt sāth chalnē yōgya bannā .

114This is the easy way to finish all the different types of burden that are on the intellect.

104Āj itnā hī sunātē haĩ , itnī checking karnā , phir aur sunāyēṅgē . 105Achchhā  !

115To remain honest and to keep yourself clear in front of the Father means to make your path of effort clear.

106Sarv adhikārī sthiti mē̃ sthit rahnē vālē , karmbandhan kō karma K|kē sambandh mē̃ badalnē vālē , karmabhōg kō karmyōg key|kī sthiti mē̃ sūlī sē kāṇṭā banānē vālē , her|har second kalyāṇ karnē vālē , sadā brahmā bāp samān karmātīt sthiti K|kē samīp anubhav karnē vālē - aisē viśhēṣh ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .

116Whenever you make plans with cleverness, according to the dictates of your own mind or the dictates of others, and then place then in front of the Father or the instrument souls, then that too is not honesty. 117Honesty means: Just as the Father is revealed to the children as He is and what He is, in the same way, children should be revealed to the Father. 118Slogan: A true tapaswi is one who always maintains the position of a complete renunciate. 119* * * O M S H A N T I* * *