सोमवार 18 जनवरी 1988 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 118 - 01 - 88 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 18-01-88 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2‘ snēh ' aur ‘ śhakti ' key|kī samāntā

1The equality of love and power.

3Naṣhṭōmōhā – karmātīt bhav kā pāṭh paṛhānē vālē , vardātā bāpdādā apnē snēhī bachchō̃ kō ‘ nothing new ' key|kī smr̥iti sē samarth bannē key|kī prērṇā dētē huē bōlē

2Today, the Almighty Father who makes you into embodiments of awareness is looking at His almighty children from everywhere who are embodiments of awareness.

4Āj smr̥itisvarūp banānē vālē samarth bāp chārō̃ ōr K|kē smr̥itisvarūp samarth bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .

3Together with today being the day to become merged with BapDada in His love, it is also the day to experience the balanced stage of love and power.

5Āj kā din bāpdādā K|kē snēh mē̃ samānē kē sāth - sāth snēh aur samarth - dōnō̃ K|kē balance sthiti K|kē anubhav kā din hai . 6Smr̥iti divas arthāt snēh aur samarthī - dōnō̃ key|kī samāntā K|kē vardān kā divas hai .

4The day of remembrance is the day of the blessing of equality in both love and power because the father in whose awareness you remain lost in love, Father Brahma, is the elevated symbol of equality in both love and power.

7Kyōṅki jis bāp key|kī smr̥iti mē̃ snēh mē̃ lavlīn hōtē hō , vah brahmā bāp snēh aur śhakti key|kī samāntā kā śhrēṣhṭh symbol hai .

5One minute he is extremely loving and the next minute he is extremely powerful. 6In love too, with love, he made every child constantly powerful.

8Abhī - abhī ati snēhī , abhī - abhī śhrēṣhṭh śhakti - śālī . 9Snēh mē̃ bhī snēh dvārā her|har bachchē kō sadā śhaktiśhālī banāyā .

7Out of love, he didn't just attract them towards himself but with love, he created the Shakti Army and made them instruments for service in front of the world.

10Sirph snēh mē̃ apnī taraph ākarṣhit nahī̃ kiyā lēkin snēh dvārā śhakti sēnā banāē viśhva kē āgē sēvā arth|earth nimitt banāyā .

8Together with always being loving, he also taught the lesson of being a destroyer of attachment and of becoming karmateet.

11Sadā ‘ snēhī bhav ' kē sāth ‘ naṣhṭōmōhā - karmātīt bhav ' kā pāṭh paṛhāyā . 12Ant tak bachchō̃ kō sadā nyārē aur sadā pyārē - yahī nayanō̃ key|kī dr̥iṣhṭi dvārā vardān diyā .

9Till the end, he gave the children the blessing through the drishti of his eyes: always remain detached and always remain loving.

13Āj K|kē din chārō̃ ōr K|kē bachchē bhinn - bhinn svarūp sē , bhinn - bhinn sambandh sē , snēh sē aur bāp K|kē samān bannē key|kī sthiti K|kē anubhūti sē milan manānē bāpdādā K|kē vatan mē̃ pahũchē .

10Today, children from everywhere, in their different forms, in their different relationships, reached BapDada in the subtle region to celebrate a meeting through their love and the experience of the stage of being equal to the Father.

14Kōī buddhi dvārā aur kōī divya - dr̥iṣhṭi dvārā .

11Some arrived there with their intellect and others with their divine vision.

15Bāpdādā nē sabhī bachchō̃ K|kē snēh kā aur samān sthiti kā yād aur pyār dil sē svīkār kiyā aur return mē̃ sabhī bachchō̃ kō ‘ bāpdādā samān bhav ' kā vardān diyā aur dē rahē haĩ .

12BapDada accepted all the children's love and remembrance through their loving stage and the stage of being equal and in return, gave and is giving all the children the blessing: May you be equal to BapDada.

16Bāpdādā jāntē haĩ ki bachchō̃ kā brahmā bāp sē ati snēh hai .

13BapDada knows that the children have deep love for Father Brahma.

17Chāhē sākār mē̃ pālnā lī , chāhē ab avyakt rūp sē pālnā lē rahē haĩ lēkin baṛī mā̃ hōnē K|kē kāraṇ mā̃ sē bachchō̃ kā pyār svataḥ hī hōtā hai .

14Whether you took sustenance from the sakar form or are taking sustenance from the avyakt form now, he is the senior mother and children naturally have love for their mother.

18Is kāraṇ bāp jāntē haĩ ki brahmā mā̃ kō bahut yād kartē haĩ .

15Because of this, the Father knows that you remember Mother Brahma a great deal.

19Lēkin snēh kā pratyakṣha svarūp hai - samān bannā .

16However, the practical form of love is to become equal.

20Jitnā - jitnā dil kā sachchā pyār hai , bachchō̃ K|kē man mē̃ utnā hī follow father karnē kā umaṅg - utsāh dikhāī dētā hai .

17To the extent that you have true love in your heart, accordingly, just as much zeal and enthusiasm in following the Father is visible in the children's minds.

21Yah alaukik mā̃ kā alaukik pyār viyōgī banānē vālā nahī̃ hai , sahajyōgī rājyōgī arthāt rājā banānē vālā hai .

18This alokik love of the alokik mother is not such that it would make you viyogi (separated), it is love that will make you easy yogis, Raja Yogis, that is, it will make you into kings.

22Alaukik mā̃ key|kī bachchō̃ K|kē prit alaukik mamtā hai ki har ēk bachchā rājā banē .

19The alokik mother has alokik (spiritual) attachment: wanting every child to become a king.

23Sabhī rājā bachchē banē̃ , prajā nahī̃ .

20Everyone should become a king, not part of the subjects.

24Prajā banānē vālē hō , prajā bannē vālē nahī̃ hō .

21You are those who will create subjects, not those who will become subjects.

25Āj vatan mē̃ māt - pitā key|kī rūhrihān chal rahī thī .

22Today, the mother and Father were having a conversation in the subtle region.

26Bāp nē brahmā mā̃ sē pūchhā ki bachchō̃ K|kē viśhēṣh snēh K|kē din kyā yād ātā  ?

23The Father asked Mother Brahma: What do you especially remember on this day of the love of the children?

27Āp lōgō̃ kō bhī viśhēṣh yād ātī hai nā .

24All of you also especially remember him, do you not?

28Har ēk kō apnī yād ātī hai aur un yādō̃ mē̃ samā jātē hō .

25Each one of you has your own remembrance, and you become lost in that remembrance.

29Āj K|kē din viśhēṣh alaukik yādō̃ kā saṅsār hōtā hai .

26Today becomes a world of special alokik memories (remembrance).

30Her|har kadam mē̃ viśhēṣh sākār svarūp K|kē charitrō̃ key|kī yād svataḥ hī ātī hai .

27At every step, you especially remember the activities of the sakar form naturally.

31Pālnā key|kī yād , prāptiyō̃ key|kī yād , vardānō̃ key|kī yād svataḥ hī ātī hai .

28You automatically remember the sustenance you had, you remember the attainments, you remember the blessings.

32Tō bāp nē bhī brahmā mā̃ sē yahī pūchhā .

29So, the Father also asked Mother Brahma this.

33Jāntē hō , brahmā nē kyā bōlā hōgā  ?

30Do you know what Brahma said in return?

34Saṅsār tō bachchō̃ kā hī hai .

31The children are my world.

35Brahmā bōlē - amr̥itvēlē pahlē ‘ samān bachchē ' yād āyē . 36Snēhī bachchē aur samān bachchē .

32Brahma said: At amrit vela, he first remembered the children who are equal; the loving children and the children who are equal.

37Snēhī bachchō̃ kō samān bannē key|kī ichchhā vā saṅkalp hai lēkin ichchhā kē sāth , saṅkalp kē sāth sadā samarthī nahī̃ rahtī , isliē samān bannē mē̃ number āgē K|kē bajāyē pīchhē rah jātā hai .

33The loving children have the desire and the thought of becoming equal. 34However, together with the desire and the thought, they don't always have that power, and that is why, in becoming equal, instead of claiming a number at the front, they remain behind.

38Snēh umaṅg - utsāh mē̃ lātā lēkin samāsyāē̃ snēh aur śhakti rūp key|kī samān sthiti bannē mē̃ kahā̃ - kahā̃ kamzōr banā dētī haĩ .

35Love brings them that zeal and enthusiasm, but problems sometimes makes them weak in becoming a form of equality of love and power.

39Samasyāyē̃ sadā samān bannē key|kī sthiti sē dūr kar lētī haĩ .

36The problems make them distant from creating a stage that is constantly equal.

40Snēh K|kē kāraṇ bāp kō bhūl bhī nahī̃ saktē . 41Haĩ bhī pakkē brāhmaṇ .

37Because of love, you cannot even forget the Father, and you are the true firm Brahmins.

42Pīchhē haṭnē vālē bhī nahī̃ haĩ , amar bhī haĩ .

38You are not those who are going to move back; you are immortal.

43Sirph samasyā kō dēkh thōṛē samay kē liē us samay ghabrā jātē haĩ .

39It is just that when you see problems you become a little afraid for a short time.

44Isliē , nirantar snēh aur śhakti key|kī samān sthiti kā anubhav nahī̃ kar saktē .

40Therefore, you are unable to experience the stage of constant equality of love and power.

45Is samay K|kē pramāṇ knowledgeful , powerful , successful sthiti K|kē bahutkāl K|kē anubhavī ban chukē hō .

41According to the present time, you have become experienced over a long period in the stage of being knowledge­full, powerful and successful.

46Māyā K|kē , prakr̥iti K|kē vā ātmāō̃ dvārā nimitt banī huī samasyāō̃ K|kē anēk bār K|kē anubhavī ātmāē̃ hō .

42You have experienced many times the problems of Maya, of the elements of nature and of souls.

47Naī bāt nahī̃ hai .

43These are not anything new.

48Trikāldarśhī hō  !

44You are trikaldarshi.

49Samasyāō̃ K|kē ādi - madhya - ant , tīnō̃ kō jāntē hō .

45You know the beginning, middle and end of problems.

50Anēk kalpō̃ key|kī bāt tō chhōṛō lēkin is kalp K|kē brāhmaṇ jīvan mē̃ bhī buddhi dvārā jān vijayī bannē mē̃ vā samasyā kō pār kar anubhavī bannē mē̃ nayē nahī̃ hō , purānē hō gayē hō .

46Let alone the matter of many cycles, even in the Brahmin life of this cycle, you are not new in your intellect understanding and your becoming victorious and overcoming a problem and becoming experienced; you have become mature in this too.

51Chāhē ēk sāl kā bhī hō lēkin is anubhav mē̃ purānē haĩ .

47Even if you are only one year old, you are mature in this experience.

52‘ nothing new ' - yah pāṭh bhī paṛhāyā huā hai .

48You have also been taught the lesson of "nothing new".

53Isliē vartamān samay K|kē pramāṇ abhī samasyā sē ghabrānē mē̃ samay nahī̃ ganvānā hai .

49Therefore, according to the present time, do not waste your time in being afraid of problems.

54Samay ganvānē sē number pīchhē hō jātā hai .

50In wasting time, your number goes behind.

55Tō brahmā mā̃ nē bōlā - ēk viśhēṣh snēhī bachchē aur dūsrē samān bannē vālē , dō prakār K|kē bachchō̃ kō dēkh yahī saṅkalp āyā ki vartamān samay pramāṇ majority bachchō̃ kō ab samān sthiti K|kē samīp dēkhnē chāhtē haĩ .

51So, Mother Brahma said: One are the especially loving children and the other are the ones who are going to become equal. 52Seeing the two types of children, Baba had the thought that, according to the present time, Baba now wants to see the majority of the children in the stage of close to becoming equal.

56Samān sthiti vālē bhī haĩ lēkin majority samāntā K|kē samīp pahũch jāē̃ - yahī amr̥itvēlē bachchō̃ kō dēkh - dēkh samān bannē kā din yād ā rahā thā .

53There are also those with the stage of being equal, but the majority should come close to equality. 54So, seeing the children at amrit vela, Baba was remembering the day of the children becoming equal.

57Āp ‘ smr̥iti - din ' kō yād kar rahē thē aur brahmā mā̃ ‘ samān bannē kā din ' yād kar rahē thē .

55You were remembering the day of remembrance and Mother Brahma was remembering the day of becoming equal.

58Yahī śhrēṣhṭh saṅkalp pūrā karnā arthāt smr̥iti divas kō samarth divas banānā hai .

56Fulfil this elevated thought, that is, make the day of remembrance into the day of power.

59Yahī snēh kā pratyakṣha phal mā̃ - bāp dēkhnē chāhtē haĩ .

57This is the practical fruit of love that the mother and Father want to see.

60Pālnā kā vā bāp K|kē vardānō̃ kā yahī śhrēṣhṭh phal hai .

58This is the elevated fruit of the sustenance and the blessings from the Father.

61Māt - pitā kō pratyakṣha phal dikhānē vālē śhrēṣhṭh bachchē hō .

59It is the elevated children who show the practical fruit to the mother and Father.

62Pahlē bhī sunāyā thā - ati snēh key|kī niśhānī yah hai jō snēhī , snēhī key|kī kamī dēkh nahī̃ saktē .

60You were told earlier too, that a sign of having deep love is that you cannot bear to see any weakness in the one you love.

63Isliē , abhī tīvr gati sē samān sthiti K|kē samīp āō .

61Therefore, now quickly come close to the stage of being equal.

64Yahī mā̃ kā snēh hai .

62This is love for the mother.

65Her|har kadam mē̃ follow father kartē chalō .

63At every step, continue to follow the Father.

66Brahmā ēk hī viśhēṣh ātmā hai jiskā māt - pitā - dōnō̃ part sākār rūp mē̃ nūndhā huā hai .

64Brahma is the only special soul who has both roles of the mother and father fixed in the corporeal form.

67Isliē , vichitr pārṭdhārī mahān ātmā kā double svarūp bachchō̃ kō yād avaśhya ātā hai .

65This is why you children definitely remember the double form of the elevated soul who has this unique part.

68Lēkin jō brahmā ‘ māt - pitā ' K|kē dil key|kī śhrēṣhṭh āśhā hai ki sarv samān banē̃ , uskō bhī yād karnā . 69Samjhā  ?

66However, the elevated desire of the heart of Brahma, the mother and father, is that everyone should become equal ­ you also have to remember that.

70Āj K|kē smr̥iti divas kā śhrēṣhṭh saṅkalp - ‘ ‘ samān bannā hī hai ' ' .

67Do you understand? 68The elevated thought of the day of remembrance today is just to become equal.

71Chāhē saṅkalp mē̃ , chāhē bōl mē̃ , chāhē sambandh samparka mē̃ samān arthāt samarth bannā hai .

69To be equal in your thoughts, in your words and in relationships and connections, that is, to become powerful.

72Kitnī bhī baṛī samasyā hō lēkin ‘ nothing - new ' - is smr̥iti sē samarth ban jāyēṅgē .

70No matter how big a problem there may be, by having the awareness of "nothing new", you will become powerful.

73Issē albēlē nahī̃ bannā , albēlēpan mē̃ bhī nothing - new śhabda use kartē haĩ .

71Do not become careless in this. 72In carelessness too, you use the words "nothing new".

74Lēkin anēk bār vijayī bannē mē̃ nothing - new .

73However, it is nothing new in being victorious many times.

75Is vidhi sē sadā siddhi kō prāpt kartē chalō .

74With this method, constantly continue to attain success.

76Achchhā  !

75Achcha.

77Sabhī bahut umaṅg sē smr̥iti divas manānē āē haĩ .

76Everyone has come to celebrate the day of remembrance with a lot of enthusiasm.

78Tīn pair ( pag ) pr̥ithvī dēnē vālē bhī āē haĩ .

77Even those who have given three feet of land have come.

79Tīn pair dē aur tīn lōkō̃ kā mālik ban jāē̃ , tō dēnā kyā huā  !

78You gave three feet of land and became the masters of the three worlds, and so what was your giving?

80Phir bhī , sēvā kā puṇya jamā karnē mē̃ hōśhiyār banē .

79Nevertheless, you became clever in accumulating charity of service.

81Isliē , hōśhiyārī key|kī mubārak hō .

80Therefore, congratulations for your cleverness.

82Ēk dē lākh pānē key|kī vidhi kō apnānē key|kī samarthī rakhī .

81You had the power to adopt the method of giving one and receiving a hundred­thousand fold.

83Isliē , viśhēṣh smr̥iti - divas par aisī samarth ātmāō̃ kō bulāyā hai .

82This is why such powerful souls have been invited on this special day of remembrance.

84Bāp ramaṇīk chit-chat kar rahē thē .

83The Father was having an entertaining chit­chat.

85Viśhēṣh sthān dēnē vālō̃ kō bulāyā hai .

84The ones who gave places have been especially invited.

86Bāp nē bhī sthān diyā hai nā .

85The Father also gave His place, did he not?

87Bāp kā bhī list mē̃ nām hai nā .

86The Father's name is also on this list, is it not?

88Kaunsā sthān diyā hai  ?

87Which place did He give?

89Aisā sthān kōī nahī̃ dē saktā .

88No one else can give such a place.

90Bāp nē ‘ diltakhta ' diyā , kitnā baṛā sthān hai  !

89The Father gave His heart­throne; it is such a big place!

91Yah sab sthān usmē̃ ā jāyēṅgē nā .

90All of these places would be included in that, would they not?

92Dēśh - vidēśh K|kē sēvā - sthān sabhī ikaṭṭhē karō tō bhī baṛā sthān kaunsā hai  ?

91Put together all the places of this land and abroad and, even then, which would be the largest place?

93Purānī duniyā mē̃ rahnē K|kē kāraṇ āpnē tō īṭō̃ kā makān diyā aur bāp nē takht diyā - jahā̃ sadā hī bēphikar bādśhāh ban baiṭh jātē .

92Because of living in the old world, you have given buildings of brick, whereas the Father gave you the throne where you constantly sit as carefree emperors.

94Phir bhī dēkhō , kisī bhī prakār key|kī sēvā kā - chāhē sthān dvārā sēvā kartē , chāhē sthiti dvārā kartē - sēvā kā mahattva svataḥ hī hōtā hai . 95Tō sthān key|kī sēvā kā bhī bahut mahattva hai .

93Even then, there is automatically the importance of any type of service, whether it is serving through the place or serving through your stage.

96Kisī kō ‘ hā̃ jī ' kahkar , kisī kō ‘ pahlē āp ' kah kar sēvā karnē kā bhī mahattva hai .

94So, there is a lot of importance of service through the place.

97Sirph bhāṣhaṇ karnā sēvā nahī̃ hai lēkin kisī bhī sēvā key|kī vidhi sē mansā , vāchā , karmaṇā , bartan mā̃janā bhī sēvā kā mahattva hai .

95There is also a lot of importance of doing service by saying "ha ji" to someone, or even saying, "you first" to someone.

98Jitnā bhāṣhaṇ karnē vālā pad pā lētā hai utnā yōgyukt , yuktiyukt sthiti mē̃ sthit rahnē vālā ‘ bartan māñjnē vālā ' bhī śhrēṣhṭh pad pā saktā hai . 99Vah mukh sē kartā , vah sthiti sē kartā .

96Giving lectures is not the only service, but with the method of any type of service, there is the importance of serving through thoughts, words, deeds and even washing dishes.

100Tō sadā her|har samay sēvā key|kī vidhi K|kē mahattva kō jānkar mahān banō . 101Kōī bhī sēvā kā phal na milē - yah hō nahī̃ saktā . 102Lēkin sachchī dil par sāhēb rājī hōtā hai .

97To the extent that one who gives lectures claims a status, accordingly, one who remains yogyukt and in a yuktiyukt stage while washing dishes also claims an elevated status.

103Jab dātā , vardātā rājī hō jāē tō kyā kamī rahēgī  !

98That one serves through his lips and this one serves through his stage.

104Vardātā vā bhāgyavidhātā gyān - dātā bhōlē bāp kō rājī karnā bahut sahaj hai .

99So, at every moment, know the importance of the method of service and become great.

105Bhagvān rājī tō dharmarāj kājī sē bhī bach jāēṅgē , māyā sē bhī bach jāēṅgē . 106Achchhā  !

100It is impossible for you not to receive the fruit of any type of service.

107Chārō̃ ōr K|kē sarv snēh aur śhakti K|kē samān sthiti mē̃ sthit rahnē vālē , sadā māt - pitā key|kī śhrēṣhṭh āśhā kō pūrṇ karnē vālē āśhā K|kē dīpakō̃ kō , sadā her|har vidhi sē sēvā K|kē mahatva kō jānnē vālē , sadā her|har kadam mē̃ follow father karnē vālē , māt - pitā kō sadā snēh aur śhakti dvārā samān bannē kā phal dikhānē vālē , aisē smr̥itisvarūp sarv samarth bachchō̃ kō samarth bāp kā samarth - divas par yādpyār aur namastē . 108' ' 109Sēvākēndrō̃ kē liē tīn pair pr̥ithvī dēnē vālē nimitt bhāī - bahanō̃ sē avyakt bāpdādā key|kī mulākāt 110Viśhēṣh sēvā K|kē pratyakṣhaphal key|kī prāpti dēkh khuśhī hō rahī hai nā .

101However, the Lord is pleased with an honest heart.

111Bhaviṣhya tō jamā hai hī lēkin vartamān bhī śhrēṣhṭh ban gayā .

102When the Bestower, the Bestower of Blessings, is pleased with you, then what would be lacking?

112Vartamān samay key|kī prāpti bhaviṣhya sē bhī śhrēṣhṭh hai  ! 113Kyōṅki aprāpti aur prāpti K|kē anubhav kā gyān is samay hai .

103It is very easy to please the Bestower of blessings, the Bestower of Fortune, the Bestower of Knowledge, the Innocent Father.

114Vahā̃ aprāpti kyā hōtī hai , uskā patā hī nahī̃ hai .

104If God is pleased, then you will be saved from Dharamraj, the judge, too, and also from Maya. 105Achcha.

115Tō antar kā patā nahī̃ hōtā hai aur yahā̃ antar kā anubhav hai . 116Isliē is samay key|kī prāpti K|kē anubhav kā mahatva hai . 117Jō bhī sēvā kē nimitt bantē haĩ , tō ‘ turant dān mahāpuṇya ' gāyā huā hai . 118Agar kōī bhī bāt kā kōī nimitt bantā hai arthāt turant dān kartā tō uskē return mē̃ mahāpuṇya key|kī anubhūti hōtī hai .

106To all the children everywhere who remain stable in the stage of being equal in love and power, to the lamps of hopes who always fulfil the elevated hopes of the mother and Father, to those who know the importance of every method of service, to those who always follow the father at every step and who show the mother and Father the fruit of becoming equal through love and power, to all the powerful children who are embodiments of remembrance, on this day of power, the Almighty Father's love, remembrance and namaste.

119Vah kyā hōtī hai  ? 120Kisī bhī sēvā kā puṇya extra ‘ khuśhī ' , śhakti key|kī anubhūti hōtī hai .

107Avyakt BapDada meeting instrument brothers and sisters who have given three feet of land for service centres.

121Jab bhī kōī saphalatāsva rūp bankē sēvā kartē hō tō us samay viśhēṣh khuśhī key|kī anubhūti kartē hō nā .

108You are experiencing happiness on seeing the attainment of the practical fruit of special service, are you not?

122Varṇan kartē hō ki āj bahut achchhā anubhav huā  ! 123Kyō̃ huā  ?

109Your future is accumulating anyway, but even your present has become elevated.

124Bāp kā parichay sunākar K|kē saphaltā kā anubhav kiyā . 125Kōī parichay sunkar K|kē jāg jātā hai yā parichay miltē parivartan hō jātā hai tō unkī prāpti kā prabhāv āpkē ūpar bhī paṛtā hai .

110The attainment of the present time is even more elevated than the attainment of the future, because it is only at this time that you have the knowledge of the experience of attainment and the lack of attainment.

126Dil mē̃ khuśhī K|kē gīt bajnē śhurū hō jātē haĩ - yah hai pratyakṣhaphal key|kī prāpti .

111There, you are not even aware of what a lack of attainment is.

127Tō sēvā karnē vālā arthāt sadā prāpti kā mēvā khānē vālā . 128Tō jō mēvā khātā hai vah kyā hōtā  ?

112So, you are not aware of the difference, whereas here, you have the experience of the difference.

129Tandarūst hōtā hai nā  ! 130Agar doctors bhī kiskō kamzōr dēkhtē haĩ tō kyā kahtē haĩ  ?

113This is why there is the importance of the experience of the attainment of the present time.

131Phal khāō . 132Kyōṅki ājkal aur tākat key|kī chīz - mākhan khāō , ghī khāō , vah tō hajam nahī̃ kar saktē .

114Whoever becomes an instrument for service, for them, it is remembered: Instant donation is great charity.

133Ājkal tākat kē liē phal dētē haĩ . 134Tō sēvā kā bhī pratyakṣhaphal miltā hai . 135Chāhē karmaṇā bhī karō , karmaṇā key|kī bhī khuśhī hōtī hai .

115If anyone becomes an instrument for something, that is, if he gives an instant donation, then, in return for that, he has the experience of great charity.

136Mānō saphāī kartē hō , lēkin jab sthān saphāī sē chamaktā hai tō sachchē dil sē karnē kāraṇ sthān kō chamaktā huā dēkhkar K|kē khuśhī hōtī hai nā . 137Kōī bhī sēvā K|kē puṇya kā phal svataḥ hī prāpt hōtā hai . 138Puṇya kā phal jamā bhī hōtā hai aur phir abhī bhī miltā hai . 139Agar mānō , āp kōī bhī kām kartē hō , sēvā kartē hō tō kōī bhī āpkō kahēgā - bahut achchhī sēvā key|kī , bahut hī , athak hōkar key|kī .

116What is that?

140Tō yē sunkar khuśhī hōtī hai nā . 141Tō phal milā nā .

117The charity received from any type of service is the experience of extra happiness and power.

142Chāhē mukh sē sēvā karō , chāhē hāthō̃ sē karō lēkin sēvā mānā hī mēvā . 143Tō yah bhī sēvā kē nimitt banē hō nā .

118Whenever you do any service as an embodiment of success, then, at that time, you experience special happiness, do you not?

144Mahattva rakhnē sē mahāntā prāpt kar lētē .

119You say: "Today, I had a very good experience."

145Tō aisē āgē bhī sēvā K|kē mahatva kō jān sadā kōī na kōī sēvā mē̃ busy rahō .

120Why did you have it? 121You experienced success on relating the Father's introduction.

146Aisē nahī̃ ki kōī jigyāsu nahī̃ milā tō sēvā kyā karū̃  ?

122Some people awaken on hearing the introduction, and some become transformed.

147Kōī pradarśhanī nahī̃ huī , kōī bhāṣhaṇ nahī̃ huā tō kyā sēvā karū̃  ?

123So, their attainment creates an impact on you. 124Your heart begins to sing songs of happiness.

148Nahī̃ . 149Sēvā kā phīlḍa bahut baṛā hai  !

125This is the attainment of instant fruit.

150Kōī kahē , hamkō sēvā miltī nahī̃ hai - kah nahī̃ saktā . 151Vāyumaṇḍal kō banānē key|kī kitnī sēvā rahī huī hai  !

126So, one who does service means one who always eats the nourishing fruit of attainment.

152Prakr̥iti kō bhī parivartan karnē vālē hō .

127So, what are those who eat nourishing fruit?

153Tō prakr̥iti kā parivartan kaisē hōgā  ?

128They are healthy, are they not?

154Bhāṣhaṇ karē̃gē kyā  ? 155Vr̥itti sē vāyumaṇḍal banēgā .

129When doctors see that people are weak, what do they say?

156Vāyumaṇḍal banānā arthāt prakr̥iti kā parivartan hōnā . 157Tō yah kitnī sēvā hai  ! 158Abhī huī hai  ?

130"Eat fruit!" because nowadays, when you eat other nourishing food such as ghee or butter, you are not able to digest it.

159Abhī tō prakr̥iti paper lē rahī hai .

131Nowadays, they only give you fruit for energy.

160Tō her|har second sēvā kā bahut baṛā phīlḍa rahā huā hai .

132So, you also receive the instant fruit of service.

161Kōī kah nahī̃ saktā ki hamkō sēvā kā chance nahī̃ miltā .

133Even if you do physical service, there is the happiness of service through actions too.

162Bīmār bhī hō , tō bhī sēvā kā chance hai . 163Kōī bhī hō - chāhē anpaṛh hō , chāhē paṛhā huā hō , kisī bhī prakār key|kī ātmā , sabkē liē sēvā kā sādhan bahut baṛā hai .

134For instance, when you clean something, when the place sparkles with cleanliness, then, because you have cleaned it with a true heart, you experience happiness when you see the place sparkling,, do you not?

164Tō sēvā kā chance milē - yah nahī̃ , milā huā hai .

135You automatically attain the fruit of the charity of doing any type of service.

165All-round sēvādhārī bannā hai . 166Karmaṇā sēvā key|kī bhī 100 marks haĩ .

136You accumulate the fruit of charity and you also receive it at this time.

167Agar vāchā aur mansā ṭhīk hai lēkin karmaṇā K|kē taraph rūchi nahī̃ hai tō 100 marks tō gaī . 168All-round sēvādhārī arthāt sab prakār key|kī sēvā dvārā full marks lēnē vālē .

137For instance, when you are doing something or some service, others will tell you that you have done very good service, that you have done it tirelessly, with your bones.

169Iskō kahē̃gē all-round sēvādhārī . 170Tō aisē hō  ?

138So, you experience happiness when you hear this, do you not?

171Dēkhō , śhurū mē̃ jab bachchō̃ key|kī bhaṭṭhī banāī tō karmaṇā kā kitnā pāṭh pakkā karāyā  ! 172Mālī bhī banāyā tō jūtē banānē vālā bhī banāyā .

139So, that is the fruit you receive, is it not? 140Whether you serve through words or with your hands, service means nourishing food.

173Bartan mā̃janē vālē bhī banāyā tō bhāṣhaṇ karnē vālā bhī banāyā .

141So, this too is becoming instruments for service.

174Kyōṅki iskī marks bhī rah nahī jāyē̃ .

142By giving importance to service, you are able to attain greatness.

175Vahā̃ bhī laukik paṛhāī mē̃ mānō̃ āp kōī halkī subject mē̃ bhī fail hō jātē hō , viśhēṣh subject nahī̃ hai , number three four subject haĩ lēkin usmē̃ bhī agar fail huē tō pass with honour nahī̃ banē̃gē .

143So, in the future too, constantly know the importance of service and constantly remain busy in one type of service or another. 144When you don't have any students, do not think: What service can I do?

176Total mē̃ marks tō kam hō gaī nā . 177Aisē , sab subject check karō .

145If there are no exhibitions or lectures, do not say: What can I do?

178Sab subjects mē̃ marks liyā hai  ?

146No; the field of service is very huge.

179Jaisē yah ( makān dēnē K|kē ) nimitt banē , yah sēvā key|kī , iskā puṇya milā , marks milē̃gī .

147No one can say I don't have a chance to do service. 148There is still so much service of creating the atmosphere left to do.

180Lēkin full marks lī haĩ yā nahī̃ - yah check karō .

149You are those who will even transform the elements of nature.

181Kōī na kōī karmaṇā sēvā , vah bhī jarūrī hai kyōṅki karmaṇā key|kī bhī 100 marks haĩ , cum|kam nahī̃ haĩ .

150So how will the elements be transformed? 151Will you give them lectures? 152The atmosphere will be created through your attitude.

182Yahā̃ sab subject key|kī 100 marks haĩ .

153To create an atmosphere means to transform the elements.

183Vahā̃ tō drawing mē̃ thōṛī marks hōṅgī , hisāb ( gaṇit ) mē̃ jyādā hōṅgī .

154So there is so much of this service to do. 155Has it already happened?

184Yahā̃ sab subject mahattva vālī haĩ .

156At the moment, the elements are testing you.

185Tō aisā na hō ki mansā , vāchā mē̃ tō marks banā lō aur karmaṇā mē̃ rah jāē aur āp samjhō - maĩ bahut mahāvīr hū̃ .

157So, at every second, there is still a huge field of service to be done. 158None of you can say that you don't receive a chance to serve.

186Sabhī mē̃ marks lēnī haĩ . 187Iskō kahtē haĩ - sēvādhārī .

159Even if you are ill, you still have a chance to serve.

188Tō kaun - sā group hai  ? 189All-round sēvādhārī yā sthān dēnē K|kē sēvādhārī  ?

160No matter who it is ­ whether uneducated or educated ­ any type of soul has a lot of scope for service.

190Yah bhī achchhā kiyā jō saphal kar liyā .

161You cannot say: When I get a chance to serve.

191Jō jitnā saphal kartē haĩ , utnā mālik bantē haĩ . 192Samay K|kē pahlē saphal kar lēnā - yah samajhdār bannē key|kī niśhānī hai .

162You have already received it. 163You have to become all­round servers You also receive 100 marks for serving through actions.

193Tō samajhdārī kā kām kiyā hai . 194Bāpdādā bhī khuśh hōtē haĩ ki himmat rakhnē vālē bachchē haĩ . 195Achchhā  !

164If your words and thoughts are OK, but you have no interest in serving through actions, then you have already lost 100 marks.

196Vidāī K|kē samay mulākāt 197Dādiyō̃ sē - sabhī kō khuśh karnē key|kī sēvā number one sēvā hai .

165To be an all­round server means to be one who claims full marks in all types of service.

198Sabkē andar khuśhī key|kī lahar paidā karnā - yah hai bāp samān sēvā .

166This is called being an all­round server. 167So, are you like this?

199Tō samān bannē key|kī sēvā kā vardān milā huā hai . 200‘ samān bhav ' kā vardān direct sākār rūp sē milā huā hai .

168Look, when the children's bhatthi was created in the beginning, the lesson of serving through actions was made very firm for them.

201Sabkē andar bāp kī yād svataḥ hī ā jātī hai .

169They were made into gardeners as well as shoemakers.

202Jab samān bachchō̃ kō dēkhtē tō bachchē nahī̃ dēkhtē lēkin bāp dikhāī dētā .

170They were made into those who wash the dishes as well as those who give lectures.

203Yah sēvā sabhī kō āgē baṛhā rahī hai .

171The marks for this should not be left out either.

204Bāpdādā sabhī mahārathī bachchō̃ key|kī , nimitt bachchō̃ key|kī sēvā kō dēkh - dēkh harṣhit hō rahē haĩ . 205Nimitt bannā - yah bhī ēk bhāgya hai . 206Madhuban mē̃ sēvā kā chance milā hai aur sabhī kar bhī achchhī rahē haĩ .

172There, in your worldly study, if you fail in any weak (ordinary) subject, a subject that is not your special subject but a third or fourth number subject, if you fail in that too, you cannot pass with honours.

207Pāṇḍav bhī achchhī sēvā kartē haĩ .

173In total, your marks would be reduced.

208Sab dil sē kartē haĩ .

174Check all your subjects in this way.

209Jō dil sē sēvā kartē haĩ uskā dilārām bāp kē pās jaldī pahuñchtā hai kyōṅki dil key|kī tār dil sē hōtī hai . 210Dil key|kī sēvā second mē̃ pahũchtī hai aur padmaguṇā jamā hō jātī hai . 211Jaisē yahā̃ computer chalātē hō , yah tō kharāb bhī hō jātā lēkin vahā̃ second mē̃ jamā hōtā rahtā hai . 212Vah complete computer hai , ãgulī chalānē key|kī bhī jarūrat nahī̃ .

175Have I claimed marks in all the subjects?

213Tō nimitt sēvādhāriyō̃ kā kamāl hai , harēk apnī - apnī duty achchhī bajā rahē haĩ . 214Number-vār tō hōtā hai lēkin achchhē haĩ .

176You have become instruments for this (for giving three feet of land), and you did that service, you accumulated that charity and you will receive marks for that.

215Madhuban vālō̃ kō sēvā K|kē samarth bannē key|kī viśhēṣh yād .

177However, now check whether you have claimed full marks or not.

216Vaisē tō ēk - ēk ātmā is īśhvarīy machinery kē liē āvaśhyak hai .

178Service through any type of actions is also necessary, because actions also carry 100 marks.

2175 varṣh kā bachchā bhī āvaśhyak hai , vah bhī śhōbhā hai .

179They are no less. 180Here, each of the subjects has 100 marks.

218Jō bhī baiṭhē hō sab vailyuēbal hō . 219Kahnē mē̃ tō kuchēk kā nām ātā hai lēkin kām sabhī kā hai .

181There, you claim fewer marks in the subject of drawing whereas you receive more marks in the subject of arithmetic.

220Sēvākēndra kā śr̥ṅgār āp sab hō .

182Here, all subjects have importance.

221Bāp kā itnā āvāj buland karnē vālē , chārō̃ ōr āvāj phailānē vālē itnī bhujāyē̃ chāhiē nā  ! 222Tō āp sab bhujāyē̃ hō .

183So, it should not be that you accumulate marks through your thoughts and words and are left behind in marks through actions.

223Achchhā  ! 224Sabhī bachchō̃ kē prati yādpyār dētē huē

184You may think that you are a great mahavir.

225Chārō̃ ōr K|kē dēśh - vidēśh K|kē dil mē̃ samāyē huē bachchō̃ key|kī yādpyār patrō̃ dvārā yā saṅkalp dvārā , dil dvārā bāpdādā kē pās pahũchī . 226Sabhī bachchō̃ kō snēh K|kē rēspāṇḍa mē̃ bāpdādā padmaguṇā yādpyār kē sāth ‘ ‘ sadā diltakhtanaśhīn , sadā light K|kē tājdhārī , sadā smr̥iti svarūp K|kē tilakdhārī bhav ' ' kā viśhēṣh vardān dē rahē haĩ . 227Sabhī bachchē amr̥itvēlē sē calatēphiratē , karma kartē bhī yād kī lagna mē̃ achchhē tīvragati sē āgē baṛh rahē haĩ . 228Apnē umaṅg - utsāh kā samāchār dētē rahtē haĩ aur bāpdādā dēkh - dēkh harṣhit hōtē haĩ .

185You have to claim marks in everything.

229Bākī thōṛā bahut māyā kā khēl bhī hōtā hai .

186This is known as being a server. 187So, what group is this?

230Khēl nahī̃ khēlē̃gē tō udās hō jāyēṅgē , isliē khēlō bhal lēkin hār nahī̃ khānā .

188Is it a group of all­round servers or servers who have given their place for service?

231Agar māyā ātī bhī hai tō duśhman K|kē rūp mē̃ nahī̃ dēkhō , khilaunē K|kē rūp mē̃ dēkhō . 232Tō māyā bhī busy hō jāyēgī aur āp bhī manōrañjan kar lē̃gē .

189It is good that you used it in a worthwhile way. 190To the extent that you use it in a worthwhile way, accordingly you become a master.

233Māyā kā rūp parivartan kar lō , ghabrāō nahī̃ . 234Uskō parivartan kar aur hī sadā kē liē āgē baṛhānē kē liē sāthī banā dō .

191To use something in a worthwhile way before time is a sign of being sensible. 192So, you carried out a great act of wisdom.

235Thōṛā bahut khēl tō hōtā hī rahtā hai , hōtā hī rahēgā .

193BapDada is also pleased that you are children who maintain courage.

236Yah kōī baṛī bāt nahī̃ hai kyōṅki bāpdādā jāntē haĩ abhī anubhavī hō chukē haĩ , isliē bach jātē haĩ . 237Bākī kōī thōṛē kamzōr haĩ jō kabhī thōṛā - sā war|vār mē̃ ā jātē haĩ lēkin phir hōśh mē̃ ā jātē haĩ . 238Isliē yah samāchār bhī suntē rahtē haĩ . 239Lēkin abhī attention achchhā hai aur bahādur bhī bantē jā rahē haĩ , isliē māyā bhī abhī gaī ki gaī , abhī jyādā din nahī̃ rahēgī , mukt hō jāyēṅgē .

194Achcha.

240Kyōṅki khēl khēltē - khēltē bhī thak jātē haĩ nā , tō khēl band kar dētē haĩ tō yah khēl bhī band hō jāyēgā .

195Blessing: May you become a destroyer of attachment and an embodiment of power through the stage of being merged in sweet silence.

241Bākī sabhī bachchō̃ mē̃ sēvā kā umaṅg achchhā hai . 242Programme bhī achchhē - achchhē banā rahē haĩ . 243Mēhnat muhabbat sē kar rahē haĩ , isliē athak haĩ , thaktē nahī̃ haĩ .

196While having a body, bodily relationships, sanskars of the body, people and possessions, the atmosphere and vibrations ­ none of those things should attract you towards themselves.

244Nām muhabbat hai , nimitt mēhnat kar rahē haĩ , isliē sēvā K|kē bhī chārō̃ ōr K|kē umaṅg - utsāh mē̃ achchhē chal rahē haĩ . 245Vidēśh mē̃ bhī taiyāriyā̃ achchhī kar rahē haĩ . 246Aur janak tō hai hī janak , sabhī kō vidēhī ban dēh mē̃ ānē kā abhyās achchhā karātī hai .

197People may be crying out, but you should remain unshakeable. 198No matter how much the elements of nature and Maya pull you towards themselves to make their final attempt, you must remain absorbed in the stage of being detached and loved by the Father.

247Isliē vidēśh kō , chārō̃ ōr key|kī sēvā kē nimitt śhrēṣhṭh ātmā achchhī milī hai .

199This is called seeing but not seeing and hearing but not hearing. 200This is the stage of sweet silence, of being lost in love.

248Chārō̃ ōr mē̃ khuśhī aur nirvighna bannē key|kī himmta achchhī dikhāī dē rahī hai . 249Sabhī kā nām nahī̃ lē rahē haĩ , bīj mē̃ samajhnā sārā jhāṛ hī samāyā huā hai .

201When you have created such a stage, you would then be called a soul who has received the blessing of being a destroyer of attachment and an embodiment of power.

250Achchhā  ! 251Sabhī kō dilārām bāp key|kī padmaguṇā yādpyār aur good morning .

202Slogan: Become a holy swan and renounce the stones of defects and continue to pick up pearls of goodness.

252Achchhā  !

203* * * O MS H A N T I * * *