शुक्रवार 22 जनवरी 1988 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 122 - 01 - 88 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 22-01-88 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2Himmat kā pahlā kadam - samarpaṇtā

1The first step of courage is surrender.

3 ( brahmā bāp key|kī jīvan kahānī ) bēphikar bādśhāh banānē vālē snēh K|kē sāgar bāpdādā apnē śhubhchintak bachchō̃ prati bōlē

2(The life story of Brahma Baba). 3Today, BapDada, the Ocean of Love, is pleased to see His loving children.

4Āj snēh K|kē sāgar bāpdādā apnē snēhī bachchō̃ kō dēkh harṣhit hō rahē haĩ . 5Har ēk snēhī ātmāō̃ kō ēk hī lagna hai , śhrēṣhṭh saṅkalp hai ki ham sabhī bāp samān banē̃ , snēh mē̃ samā jāyē̃ .

4Each and every loving soul has just the one deep desire and elevated thought that they should all become equal to the Father and become merged in love.

6Snēh mē̃ samā jānā arthāt bāp samān bannā .

5To become merged in love means to become equal to the Father.

7Sabhī key|kī dil mē̃ yah dr̥iṛh saṅklpa hai ki hamē̃ bāpdādā dvārā prāpt huē snēh , śhaktiśhālī pālnā aur akhuṭ avināśhī khazānō̃ kā return avaśhya karnā hai .

6Everyone has the determined thought in their heart that they definitely have to give a return of the love, powerful sustenance and the limitless and imperishable treasures they have received from BapDada.

8Return mē̃ kyā dēgē  ?

7What will you give as a return?

9Sivāē dil K|kē snēh K|kē āpkē pās|pass aur hai hī kyā  ?

8Apart from the love in your heart, what else do you have?

10Jō bhī hai vah bāp kā diyā huā hī hai , vah kyā dēgē .

9Whatever you have has been given to you by the Father. 10What else will you give?

11Bāp samān bannā - yahī return hai aur yah sabhī kar saktē hō .

11To become equal to the Father is the return and you can all do this.

12Bāpdādā dēkh rahē thē ki ājkal sabhī K|kē dil mē̃ viśhēṣh brahmā bāp key|kī smr̥iti jyādā emerge hai .

12BapDada is seeing that nowadays the awareness of Father Brahma has especially emerged in everyone's heart to a greater extent.

13Smr̥iti śharīr key|kī nahī̃ hai lēkin charitrō̃ K|kē viśhēṣhatāō̃ key|kī smr̥iti hai . 14Kyōṅki alaukik brāhmaṇ jīvan jñānasvarūp jīvan hai , jñānasvarūp hōnē K|kē kāraṇ dēh key|kī smr̥iti bhī duḥkh key|kī lahar nahī̃ lāyēgī .

13This awareness is not of the physical body, but the awareness of the specialities of his divine activities because the alokik Brahmin life is the life of being an embodiment of knowledge. 14Because of being an embodiment of knowledge, awareness of the body will not bring any waves of sorrow.

15Agyānī jīvan mē̃ kisī kō bhī yād karē̃gē tō sāmnē dēh āyēgī , dēh K|kē sambandh K|kē kāraṇ duḥkh mahsūs hōgā .

15In a life without knowledge, whenever people remember someone, the physical body of that person would appear in front of them, and because it is a bodily relationship, they experience sorrow.

16Lēkin āp brāhmaṇ bachchō̃ kō bāp key|kī smr̥iti ātē samarthī ā jātī hai ki hamē̃ bhī ‘ ‘ bāp samān ' ' bannā hī hai .

16However, when you Brahmin children remember the alokik Father, you receive power ­ that you too definitely have to become equal to the Father.

17Alaukik bāp key|kī smr̥iti samarthī arthāt śhakti dilātī hai .

17The awareness of the alokik Father brings you power, that is, it gives you power.

18Chāhē kōī - kōī bachchē dil kā snēh nayanō̃ K|kē mōtiyō̃ dvārā bhī pragaṭ kartē haĩ lēkin duḥkh K|kē ā̃sū nahī̃ , viyōg K|kē ā̃sū nahī̃ , yah snēh K|kē mōtī haĩ .

18Even when some children show the love in their heart with pearls in their eyes, they are not tears of sorrow or tears of separation, but they are pearls of love.

19Dil K|kē milan kā snēh hai .

19That is love of the meeting of hearts.

20Viyōgī nahī̃ lēkin rājyōgī haĩ . 21Kyōṅki dil kā sachchā snēh śhakti dilātā hai ki jaldī - sē - jaldī pahlē maĩ bāp kā return dū̃ .

20You are not yogis who are separated, but Raja Yogis because true love from the heart brings you power for you to give the Father a fast return.

22Return dēnā arthāt samān bannā .

21To give a return means to become equal.

23Is vidhi sē hī apnē snēhī bāpdādā kē sāth sweet home mē̃ return hōṅgē arthāt sāth vāpas jāyēṅgē .

22It is with this method that you will return to your sweet home with your loving BapDada. 23That is, you will go back with Him.

24Return karnā bhī hai aur bāp kē sāth return jānā bhī hai .

24You have to give a return and and also return home with the Father.

25Isliē āpkā snēh vā yād duniyā sē nyārā aur bāp kā pyārā bannē kā hai .

25This is why your love and remembrance makes you detached from the world and loving to the Father.

26Tō bāpdādā bachchō̃ K|kē samarth bannē kā saṅkalp , samān bannē kā umaṅg dēkh rahē thē .

26BapDada was seeing the children's thought of becoming powerful and their enthusiasm to become equal.

27Brahmā bāp key|kī viśhēṣhatāō̃ kō dēkh rahē thē .

27He was seeing the specialities of Father Brahma.

28Agar brahmā bāp key|kī viśhēṣhatāō̃ kā varṇan karē̃ tō kitnī hōṅgī  ?

28If you were to speak about Brahma Baba's specialities, how many would there be?

29Her|har kadam mē̃ viśhēṣhatāyē̃ rahī̃ .

29There was speciality at every step.

30Saṅkalp mē̃ bhī sarv kō viśhēṣh banānē kā her|har samay umaṅg - utsāh rahā .

30Even in his thoughts, at every moment, he had the zeal and enthusiasm to make everyone special.

31Apnī vr̥itti dvārā her|har ātmā kō umaṅg - utsāh mē̃ lānā - yah viśhēṣhtā sadā hī pratyakṣha rūp mē̃ dēkhī .

31In a practical way, you saw in him the speciality of constantly putting zeal and enthusiasm into every soul through his attitude.

32Vāṇī dvārā himmat dilānē vālē , nāummīd kō ummīd mē̃ lānē vālē , nirbal ātmā kō uṛtī kalā key|kī vidhi sē uṛānē vālē , sēvā K|kē yōgya banānē vālē , her|har bōl anmōl , madhur , yuktiyukt thē .

32Through his words, he gave courage; he brought hope to those who felt hopeless; he made weak souls fly with the flying stage. 33He made everyone worthy of service. 34His every word was invaluable, sweet and yuktiyukt.

33Aisē hī karma mē̃ bachchō̃ kē sāth her|har karma mē̃ sāthī ban karmayōgī banāyā .

35In the same way, he was the children's companion in every action and made them karma yogis.

34Sirph sākṣhī hōkar dēkhnē vālē nahī̃ lēkin sthūl karma K|kē mahattva kō anubhav karānē kē liē karma mē̃ bhī sāthī banē .

36He wasn't just an observer who watched with detachment, but, in order to give children the experience of the importance of physical work, he was a companion in action.

35Jō karma maĩ karū̃gā , mujhē dēkh bachchē svataḥ hī karē̃gē - is pāṭh kō sadā karma karkē paṛhāyā .

37"Whatever actions I perform, children who see me will automatically do the same." 38He constantly taught this lesson through his actions.

36Sambandh - samparka mē̃ chhōṭē bachchō̃ kō bhī sambandh sē bachchō̃ samān ban khuśh kiyā .

39In relationships and connections with little children, he became like the little children and made them happy.

37Vānaprasth kō bhī vānaprasth rūp sē anubhavī ban sambandh - samparka sē sadā umaṅg - utsāh mē̃ lāyā . 38Bāl sē bāl rūp , yuvā sē yuvā rūp aur bujurg sē bujurg rūp ban sadā āgē baṛhāyā , sadā sambandh - samparka sē harēk kō apnā - pan anubhav karāyā .

40With retired elderly people, he was experienced and constantly gave them zeal and enthusiasm. 41With little children, he was like a child, with the youth, he was like a youth and with the elderly, he was an elderly person and constantly made each one move forward. 42With his relationships and connections, he always gave the experience of belonging.

39Chhōṭā bachchā bhī kahēgā ki ‘ ‘ jitnā mujhē bābā pyār kartā , utnā kiskō nahī̃ kartā  !

43Little children would also say, "Baba doesn't love anyone else as much as he loves me."

40' ' tō har ēk kō itnā pyār diyā jō harēk samajhē ki bābā mērā hai .

44He gave each one so much love that each one felt, "Baba is mine."

41Yah hai sambandh - samparka key|kī viśhēṣhtā .

45This is the speciality of relationship and connection.

42Dēkhnē mē̃ har ēk ātmā key|kī viśhēṣhtā vā guṇ kō dēkhnā .

46In looking at others, he saw the speciality and virtue of every soul.

43Sōchnē mē̃ dēkhō , sadā jāntē huē ki yah last number K|kē dānē haĩ lēkin aisī ātmā kē prati bhī sadā āgē baṛhē̃ - aisā her|har ātmā prati śhubh chintak rahē .

47In his thoughts, even while always knowing someone to be the last number bead, he always had pure and positive thoughts for such a soul that even such a soul constantly moves forward.

44Aisī viśhēṣhatāyē̃ sabhī bachchō̃ nē anubhav kī̃ .

48All the children experienced such specialities.

45In sabhī bātō̃ mē̃ samān bannā arthāt follow father karnā hai .

49To become equal in all these things means to follow the father.

46Yah follow karnā kōī muśhkil hai kyā  ?

50Is it difficult to follow in this way?

47Isī kō hī snēh , isī kō hī return dēnā kahā jātā hai .

51This is called love; this is called giving the return.

48Tō bāpdādā dēkh rahē thē ki har ēk bachchē nē abhī tak kitnā return kiyā hai  ?

52BapDada was seeing how much return each child has given.

49Lakṣhya tō sabhī kā hai lēkin pratyakṣha jīvan mē̃ hī number hai .

53Everyone has the aim, but the number lies in their practical life.

50Sabhī number one bannā chāhtē haĩ .

54Everyone wants to be number one.

51Dō - tīn number bannā kōī pasand nahī̃ karē̃gē .

55No one would prefer to be number two or three.

52Yah bhī lakṣhya śhaktiśhālī achchhā hai lēkin lakṣhya aur lakṣhaṇ samān hōnā - yahī samān bannā hai .

56This is also a good and powerful aim, but to make your qualifications according to your aim is to become equal.

53Iskē liē jaisē brahmā bāp nē pahlā kadam himmat kā kaun - sā uṭhāyā jis kadam sē hī padmāpadma bhāgyavān ādi sē anubhav kiyā  ?

57For this, what was the first step of courage that Father Brahma took through which he experienced being multimillion times fortunate from the beginning?

54Pahlā kadam himmat kā - sab bāt mē̃ samarpaṇtā .

58The first step of courage was to surrender everything.

55Sab kuchh samarpaṇ kiyā .

59He surrendered everything.

56Kuchh sōchā nahī̃ ki kyā hōgā , kaisē hōgā .

60He didn't think about what would happen or how it would happen.

57Ēk second mē̃ bāp key|kī śhrēṣhṭh mat pramāṇ bāp nē īśhārā diyā , bāp kā īśhārā aur brahmā kā karma vā kadam  !

61In a second, according to the Father's elevated directions ­ when the Father gave a signal, it was the Father's signal and Brahma's action or step.

58Iskō kahtē haĩ himmat kā pahlā kadam .

62This is called the first step of courage.

59Tan kō bhī samarpaṇ kiyā .

63He even surrendered his body.

60Man kō bhī sadā manmanābhav key|kī vidhi sē siddhisvarūp banāyā .

64He constantly made his mind successful with the method of manmanabhav.

61Isliē man arthāt her|har saṅkalp siddha arthāt saphaltā svarūp banē̃ .

65This was how his mind, that is, every thought was successful, that is, he became an embodiment of success.

62Dhan kō binā kōī bhaviṣhya key|kī chintā K|kē niśhchit ban dhan samārpit kiyā kyōṅki niśhchay thā ki yah dēnā nahī̃ hai lēkin padmaguṇā lēnā hai .

66Without any worry for the future, he surrendered all his wealth because he had the faith that this giving was not giving, but was to receive multimillionfold.

63Aisē sambandh kō bhī samārpit kiyā arthāt laukik kō alaukik sambandh mē̃ parivartan kiyā .

67In the same way, he also surrendered his relationships, that is, he transformed the lokik relationships into alokik.

64Chhōṛā nahī̃ , kalyāṇ kiyā , parivartan kiyā .

68He didn’t leave anything, but he brought benefit and transformed everything.

65Maĩ - pan key|kī buddhi , abhimān key|kī buddhi samārpit key|kī .

69He surrendered the intellect that had the consciousness of "I" and the intellect of ego.

66Isliē sadā tan , man , buddhi sē nirmal , śhītal sukhdāī ban gayē .

70This is how he became constantly pure, cool and a bestower of happiness with his body, mind and intellect.

67Kaisē bhī laukik parivār sē vā duniyā key|kī anjān ātmāō̃ sē paristhitiyā̃ I|āī|eye lēkin saṅkalp mē̃ bhī svapn mē̃ bhī kabhī sanśhay K|kē sūkṣhma svarūp ‘ ‘ saṅkalp mātra ' ' bhī halchal mē̃ nahī̃ āyē .

71No matter what situations came up with his lokik family or even from souls not known to him in the world, neither in his thoughts nor his dreams did he have any upheaval of doubt, even in a subtle form ­ not even the slightest thought.

68Brahmā key|kī viśhēṣh is bāt key|kī kamāl rahī jō āp sabkē āgē sākār rūp mē̃ brahmā bāp example thā lēkin brahmā kē āgē kōī sākār example nahī̃ thā .

72Father Brahma's special wonder was that where all of you had the example of Father Brahma in the corporeal form in front of all of you, Brahma himself did not have any physical example in front of him.

69Sirph aṭal niśhchay , bāp key|kī śhrīmat kā ādhār rahā .

73Unshakeable faith and the Father's shrimat were his support.

70Āp lōgō̃ kē liē tō bahut sahaj hai  !

74For all of you it is very easy.

71Aur jitnā jō pīchhē āyē haĩ , unkē liē aur sahaj hai  ! 72Kyōṅki anēk ātmāō̃ K|kē parivartan key|kī śhrēṣhṭh jīvan āpkē āgē example hai .

75And the later you came, the easier it is for you, because you have the example of the elevated life of transformation of many souls.

73Yah karnā hai , bannā hai - clear hai .

76It is clear for you: you have to do this and become this.

74Isliē , āp lōgō̃ kō ‘ ‘ kyū̃ , kyā ' ' kā question uṭhnē kā margin nahī̃ hai .

77This is why there is no margin for you people to question "Why?" or "What?"

75Sab dēkh rahē hō .

78You can see everything.

76Lēkin brahmā kē āgē question uṭhnē key|kī margin thī .

79However, there was a margin for these questions to arise for Brahma Baba.

77Kyā karnā hai , āgē kyā hōnā hai , right kar rahā hū̃ vā wrong kar rahā hū̃ - yah saṅkalp uṭhnā sambhav thā lēkin sambhav kō asambhav banāyā .

80What do you have to do? 81What is going to happen in the future? 82Am I doing it right or am I wrong? 83It was possible for these thoughts to arise, but he made the possible impossible.

78Ēk bal ēk bharōsā - isī ādhār sē niśhchaybuddhi number one vijayī ban gayē .

84With one strength and one support he had faith in the intellect and became the number one victorious soul.

79Isī samarpaṇtā K|kē kāraṇ buddhi sadā halkī rahī , buddhi par bōjh nahī̃ rahā .

85Because of this surrender, his intellect was always light. 86He didn't have any burden on his intellect.

80Man niśhchinta rahā .

87His mind was carefree.

81Chēhrē par sadā hī bēphikar bādśhāh K|kē chinh spaṣhṭ dēkhē .

88On his face, you always saw the clear signs of a carefree emperor.

82350 bachchē aur khānē kē liē āṭā nahī̃ aur time par bachchō̃ kō khānā khilānā hai  !

89Three hundred and fifty children and there wasn't even flour to feed the children, and they had to be fed on time!

83Tō sōchō , aisī hālat mē̃ kōī bēphikar rah saktā hai ēk bajē bēl ( ghaṇṭī ) bajnā hai aur 11 . 00 bajē tak āṭā nahī̃ , kaun bēphikar rah saktā  ?

90Just think: could anyone remain carefree in such a situation? 91The bell had to be rung at 1.00 pm and up to 11.00 am there was no flour. 92Who could remain carefree?

84Aisī hālat mē̃ bhī harṣhit , achal rahā .

93Even under such circumstances, he remained cheerful and unshakeable.

85Yah bāp key|kī jimmēvārī hai , mērī nahī̃ hai , maĩ bāp kā tō bachchē bhī bāp K|kē haĩ , maĩ nimitt hū̃ - aisā niśhchay aur niśhchinta kaun rah saktā  ?

94"This is the Father's responsibility, not mine. 95I belong to the Father and the children also belong to the Father. 96I am just an instrument." 97Who can have such faith and remain carefree?

86Man - buddhi sē samārpit ātmā .

98A soul who is surrendered with his mind and intellect.

87Agar apnī buddhi chalātē ki patā nahī̃ kyā hōgā , sab bhūkhē tō nahī̃ rah jāyēṅgē , yah tō nahī̃ hōgā , vah tō nahī̃ hōgā - aisē vyarth saṅkalp vā sanśhay key|kī margin hōtē huē bhī samarth saṅkalp chalē ki sadā bāp rakṣhak hai , kalyāṇkārī hai  !

99He did not use his intellect, thinking, "I don't know what is going to happen. 100Will everyone starve? 101Will this happen or that happen?" 102Although having a margin for such waste thoughts and doubts, he always had powerful thoughts: The Father is always the Protector and the Benefactor.

88Yah viśhēṣhtā hai samarpaṇtā key|kī .

103This is the speciality of surrender.

89Tō jaisē brahmā bāp nē samarpaṇ hōnē sē pahlā kadam ‘ ‘ himmat ' ' kā uṭhāyā , aisē follow father karō .

104So, just as Father Brahma surrendered and took the first step of courage, follow the father in the same way.

90Niśhchay kī vijay avaśhya hōtī hai .

105Faith definitely brings victory.

91Tō time par āṭā bhī ā gayā , bēl bhī baj gayā aur pās|pass hō gayē .

106The flour came on time, the bell was rung and they passed.

92Iskō kahtē haĩ question mark arthāt ṭeṛhā rāstā na lē sadā kalyāṇ key|kī bindī lagāō .

107This is known as not having questions, not taking the crooked path, but always putting the full­ stop of benefit.

93Fullstop .

108Full­stop!

94Isī vidhi sē hī sahaj bhī hōgā aur siddhi bhī prāpt hōgī .

109With this method, it will be easy and you will attain success.

95Tō yah bhī brahmā key|kī kamāl .

110So, this was the wonder of Father Brahma.

96Āj pahlā ēk kadam sunāyā hai .

111Today, you were told about the one first step.

97Phikar K|kē bōjh sē bhī bēphikar ban jāō .

112Become free from the burden of worry.

98Iskō key|kī kahā jātā hai snēh kā return karnā .

113This is known as giving the return of love.

99Achchhā  !

114Achcha.

100Sadā her|har kadam mē̃ bāp kō follow karnē vālē , her|har kadam mē̃ snēh kā return karnē vālē , sadā niśhchaybuddhi ban , niśhchinta bēphikar bādśhāh rahnē vālē , man - vāṇī - karma - sambandh mē̃ bāp samān bannē vālē , sadā śhubhchintak , sadā har ēk key|kī viśhēṣhtā dēkhnē vālē , her|har ātmā kō sadā āgē baṛhānē vālē , aisē bāp samān bachchō̃ kō snēhī bāp kā snēh sampann yādpyār aur namastē . 101' '

115To those who constantly follow the father at every step, to those who give the return of love at every step, to those who always have faith in the intellect and as carefree emperors always remain free from worry, to those who become equal to the Father in their thoughts, words, deeds and relationships, to those who constantly have pure and positive thoughts, to those who always see the speciality of each one, to those who constantly make every soul move forward, to the children who are equal to the Father in this way, heart­filled love and remembrance from the loving Father.

102Party sē mulākāt

116BapDada meeting groups:

1031 . apnē kō ū̃chē - tē - ū̃chē bāp key|kī ū̃chē - tē - ūñchī brāhmaṇ ātmāyē̃ samajhtē hō  ?

117Do you consider yourselves to be the highest­on­high Brahmin souls who belong to the highest­on­high Father? 118Brahmins are remembered as the highest of all.

104Brāhmaṇ sabsē ū̃chē gāyē jātē haĩ , ū̃chē key|kī niśhānī sadā brahmaṇō̃ kō chōṭī par dikhātē haĩ .

119The sign of the highest is always shown as the topknot of brahmins. 120People of the world have shown the topknot as the symbol of those worldly brahmins.

105Duniyā vālō̃ nē nāmdhārī brāhmaṇō̃ key|kī niśhānī dikhā dī hai .

121So, you are not those who have a topknot, but those who remain in the stage of the topknot.

106Tō chōṭī rakhnē vālē nahī̃ lēkin chōṭī key|kī sthiti mē̃ rahnē vālē .

122They have shown the physical symbol, but it is in fact a matter of staying in a high stage.

107Unhōnnē sthūl niśhānī dikhā dī hai , vāstav mē̃ haĩ ūñchī sthiti mē̃ rahnē vālē .

123Brahmins are said to be the most elevated. 124The most elevated means the most elevated of human beings (purshottam), more elevated than ordinary human souls.

108Brāhmaṇō̃ kō hī purūṣhōttam kahā jātā hai .

125You are such elevated beings, are you not? 126The soul is said to be "purush".

109Purūṣhōttam arthāt purūṣhō̃ sē uttam , sādhāraṇ manuṣhyātmāō̃ sē uttam .

127Those who are to become elevated souls means to become the most elevated human beings of all human beings.

110Aisē purūṣhōttam hō nā  !

128Deities are also called the most elevated because they are deity souls.

111Purūṣh ātmā kō bhī kahtē haĩ , śhrēṣhṭh ātmā bannē vālē arthāt purūṣhō̃ sē uttam purūṣh bannē vālē . 112Dēvtāō̃ kō bhī purūṣhōttam kahtē haĩ kyōṅki dēv - ātmāyē̃ haĩ .

129You are Brahmins, even higher than deity souls. 130Always have this intoxication. 131For the other intoxication, it would be said: Reduce it, but for spiritual intoxication, the Father says: Continue to increase it because this intoxication does not cause damage.

113Āp dēv - ātmāō̃ sē bhī ū̃chē brāhmaṇ hō - yah naśhā sadā rahē .

132All other forms of intoxication cause damage. 133This will make you climb high and the other would make you fall.

114Dūsrē naśhē kē liē kahē̃gē - cum|kam karō , rūhānī naśhē kē liē bāp kahtē haĩ - baṛhātē chalō .

134If spiritual intoxication comes down, you remember the old world. 135If the intoxication rises, there will be the awareness of the new world.

115Kyōṅki yah naśhā nuksān vālā nahī̃ hai , aur sabhī naśhē nuksān vālē haĩ .

136This Brahmin world is also a new world. 137This world is even more elevated than the golden age.

116Yah chaṛhānē vālā hai , vah girānē vālē haĩ .

138So, constantly continue to move forward with this awareness.

117Agar rūhānī naśhā utar gayā tō purānī duniyā key|kī smr̥iti ā jāyēgī .

139Do you always experience yourselves to be the elevated creation of the Father, the World Creator? 140Brahmin life means the elevated creation of the World Creator.

118Naśhā chaṛhā huā hōgā tō naī duniyā key|kī smr̥iti rahēgī .

141Do you have the intoxication that each one of you is the direct creation of the Father?

119Yah brāhmaṇ saṅsār bhī nayā saṅsār hai .

142People of the world unknowingly say that they have been created by God.

120Satyug sē bhī yah saṅsār ati śhrēṣhṭh hai  ! 121Tō sadā is smr̥iti sē āgē baṛhtē chalō .

143Previously, all of you also used to say this unknowingly, but you now know that you are the kumars and kumaris who belong to the clan of Shiva.

1222 . sadā apnē kō viśhva - rachtā bāp key|kī śhrēṣhṭh rachnā anubhav kartē hō  ?

144So, you now say, on the basis of knowledge and understanding, that God has created you and that you are the mouth­born creation.

123Brāhmaṇ jīvan arthāt viśhva - rachtā key|kī śhrēṣhṭh rachnā .

145The Father has created the creation directly through Brahma.

124Ham direct bāp key|kī rachnā haĩ - yah naśhā hai  ?

146So, you are the creation of BapDada or the mother and Father.

125Duniyā vālē tō sirph anjān bankē kahtē haĩ ki hamkō bhagvān nē paidā kiyā hai .

147You can now say from experience that you are the direct creation of God. 148So, God's creation would be so elevated!

126Āp sabhī bhī pahlē anjān hōkar kahtē thē lēkin abhī jāntē hō ki ham śhivvanśhī brahmākumār - kumārī haĩ .

149As the Creator, so would be His creation, would it not? 150Do you always have this intoxication and happiness? 151You do not consider yourselves to be ordinary, do you?

127Tō abhī gyān K|kē ādhār sē , samajh sē kahtē hō ki hamkō bhagvān nē paidā kiyā hai , ham mukh vaṅśhāvalī haĩ .

152When this secret enters your intellect, you can constantly and automatically have this spiritual intoxication and happiness on your face and in your activities.

128Direct bāp nē brahmā dvārā rachnā rachī hai .

153Seeing your face, others experience you truly to be the creation of the elevated Creator.

129Tō bāpdādā vā māt - pitā key|kī rachnā hō . 130Direct bhagvān key|kī rachnā - yah abhī anubhav sē kah saktē hō .

154For instance, one would be able to tell from the behaviour of a princess, the daughter of a king that she is from a royal family.

131Tō bhagvān key|kī rachnā kitnī śhrēṣhṭh hōgī  !

155You can tell when someone is from a wealthy family or an ordinary family.

132Jaisā rachayitā vaisī rachnā hōgī nā . 133Yah naśhā aur khuśhī sadā rahtī hai  ? 134Apnē kō sādhāraṇ tō nahī̃ samajhtē hō  ?

156In the same way, from your behaviour and your face, people should experience you to be the elevated creation, children of the highest Father.

135Yah rāz jab buddhi mē̃ ā jātā hai tō sadā hī rūhānī naśhā aur khuśhī chēhrē par vā chalan mē̃ svataḥ hī rahtī hai .

157To the kumaris: Why is there the praise that kumaris are more elevated than a hundred brahmins? 158Because, to the extent that you yourself are elevated, accordingly you will be able to make others elevated.

136Āpkā chēhrā dēkhkar K|kē kiskō anubhav hō ki sachmuch yah śhrēṣhṭh rachtā key|kī rachnā haĩ . 137Jaisē rājā key|kī rājkumārī hōgī tō uskī chalan sē patā chalēgā ki yah royal ghar kī hai .

159So, do you have the happiness that you are elevated souls? 160So, kumaris, become servers and continue to move forward in service because this confluence age is a small age, and each one of you can achieve whatever you want as much as you want.

138Yah sāhūkār ghar key|kī yā yah sādhāraṇ ghar kī hai .

161So, you are those who have an elevated aim and elevated qualifications, are you not?

139Aisē āpkē chalan sē , chēhrē sē anubhav hō ki yah ūñchī rachnā hai , ū̃chē bāp K|kē bachchē haĩ  !

162When you have an elevated aim and elevated qualifications, the attainment you experience will also always be elevated.

140Kumāriyō̃ sē - kanyāyē̃ 100 brāhmaṇō̃ sē uttam gāī huī haĩ yah mahimā kyō̃ hai  ?

163So, do you constantly experience the fruit of happiness and power in this Godly life? 164People in the world spend money for their happiness, but inspite of that, they don't attain it.

141Kyōṅki jitnā svayã śhrēṣhṭh hōṅgē , utnā hī aurō̃ kō bhī śhrēṣhṭh banā sakē̃gē .

165Even if they do have some happiness, it is temporary, for together with that happiness, there is also sorrow.

142Tō śhrēṣhṭh ātmāyē̃ haĩ - yah khuśhī rahtī hai  ?

166However, the life of all of you has become one of constant happiness.

143Tō kumāriyā̃ sēvādhārī ban sēvā mē̃ āgē baṛhtē chalō . 144Kyōṅki yah saṅgamyug hai hī thōṛē samay kā yug , ismē̃ jitnā jō karnē chāhē , utnā kar saktā hai .

167People of the world are desperate for happiness whereas you are receiving happiness as your instant visible fruit. 168Happiness is the speciality of your life. 169If there is no happiness, there is no life.

145Tō śhrēṣhṭh lakṣhya aur śhrēṣhṭh lakṣhaṇ vālī hō nā  ?

170So, you are constantly making progress and moving forward, are you not?

146Jahā̃ lakṣhya aur lakṣhaṇ śhrēṣhṭh haĩ , vahā̃ prāpti bhī sadā śhrēṣhṭh anubhav hōtī hai .

171BapDada is happy that the kumaris have been saved at the right time. 172Otherwise, you would have climbed the wrong ladder and then would have had to climb down.

147Tō sadā is īśhvarīy jīvan kā phal ‘ ‘ khuśhī ' ' aur ‘ ‘ śhakti ' ' dōnō̃ anubhav kartī hō  ?

173To go up and come down takes effort. 174Look, even householders are still called Brahma Kumars and Brahma Kumaris.

148Duniyā mē̃ khuśhī kē liē kharchā kartē , tō bhī prāpt nahī̃ hōtī .

175They are not called Brahma Adhar Kumars? 176They still become kumars and kumaris.

149Agar hōtī bhī hai tō alpkāl key|kī aur khuśhī kē sāth - sāth duḥkh bhī hōgā .

177So, they come down the ladder, whereas you don't have to come down; you are very fortunate.

150Lēkin āp lōgō̃ key|kī jīvan sadā khuśhī kī hō gaī .

178You have found the Father at the right time. 179Only kumaris are worshipped.

151Duniyā vālē khuśhī kē liē taṛapatē haĩ aur āpkō khuśhī pratyakṣhaphal K|kē rūp mē̃ mil rahī hai .

180When a kumari becomes a householder, she has to become a lamb and has to bow down in front of everyone. 181So, you have been saved, have you not?

152Khuśhī hī āpkē jīvan key|kī viśhēṣhtā hai  ! 153Agar khuśhī nahī̃ tō jīvan nahī̃ .

182Therefore, always consider yourself to be very fortunate and continue to move forward.

154Tō sadā apnī unnati kartē huē āgē baṛh rahī hō nā  ?

183Achcha. 184Mothers: All of you are powerful mothers, are you not?

155Bāpdādā khuśh hōtē haĩ ki kumāriyā̃ samay par bach gaī , nahī̃ tō ulṭī sīṛhī chaṛhkar phir utarnī paṛtī .

185You are not weak, are you? 186What does BapDada want from the mothers? 187For each one of you mothers to become a world mother and benefit the world.

156Chaṛhō aur utarō - mēhnat hai nā .

188However, mothers work very cleverly.

157Dēkhō , kōī bhī pravr̥itti vālē̃ haĩ , tō bhī kahlānā tō brahmākumār - brahmākumārī paṛtā , brahmā adharkumār tō nahī̃ kahtē . 158Phir bhī kumārakumārī banē nā .

189When any lokik work has to be done, they make someone or other an instrument to do that and they themselves go out. 190However, when it is a Godly task, they say, "I have children, so who is going to look after them?"

159Tō sīṛhī utarē aur āpkō utarnā nahī̃ paṛā , bahut bhāgyavān hō , samay par bāp mil gayā .

191BapDada says to the Pandavas: You have to look after them because you are the creators.

160Kumārī hī pūjī jātī hai .

192So the Pandavas should free the Shaktis.

161Kumārī jab gr̥ihasthī ban jātī hai tō bakrī ban sabkē āgē sir jhukātī rahtī hai . 162Tō bach gaī nā .

193According to the drama, at the present time, it is the mothers who have been given a chance; therefore, the mothers have to be kept in the front.

163Tō sadā apnē kō aisē bhāgyavān samajh āgē baṛhtē chalō .

194You now have to do a lot of service. 195The whole world has to be transformed.

164Achchhā  ! 165Mātāō̃ sē - sabhī śhaktiśhālī mātāyē̃ hō nā  ?

196So how will you complete the service? 197A fast speed is needed, is it not?

166Kamzōr tō nahī̃  ? 167Bāpdādā mātāō̃ sē kyā chāhtē haĩ  ?

198So, Pandavas, free the Shaktis so that centres can open and the sound can spread.

168Ēk - ēk mātā ‘ ‘ jagatamātā ' ' ban viśhva kā kalyāṇ karē . 169Lēkin mātāyē̃ chaturāī sē kām kartī haĩ .

199Achcha. 200Blessing: May you uplift everyone and create the most elevated picture, the same as Father Brahma has done.

170Jab laukik kārya hōtā hai tō kisī na kisī kō nimitt banākar nikal jātī̃ aur jab īśhvarīy kārya hōtā tō kahē̃gē - bachchē haĩ , kaun sambhālēgā  ?

201All the children have created their picture of fortune through elevated awareness and elevated actions. 202Now, the final touching is needed for perfection and for becoming the most elevated of all, like Father Brahma.

171Pāṇḍavō̃ kō tō bāpdādā kahtē - sambhālnā hai kyōṅki rachtā haĩ , pāṇḍav śhaktiyō̃ kō free karē̃ . 172Drama anusār vartamān samay mātāō̃ kō chance milā hai , isliē mātāō̃ kō āgē rakhnā hai .

203For this, become one who uplifts everyone, that is, always remain free from selfish motives. 204In every situation and in every task, in every co­operative gathering, the more selflessness there is, the more you will be able to uplift others.

173Abhī bahut sēvā karnī hai .

205You will always experience yourself to be full.

174Sārē viśhva kā parivartan karnā hai tō sēvā pūrī kaisē karōgē  ?

206You will always remain stable as an embodiment of attainment.

175Tīvr gati chāhiē nā .

207You will not accept anything for yourself.

176Tō pāṇḍav , śhaktiyō̃ kō free karō tō sēvākēndra khulē̃ aur āvāj buland hō .

208Slogan: Only by being a complete renunciate will you develop the virtues of having an easy nature and being tolerant.

177Achchhā  !

209* * * O MS H A N T I * * *