बुधवार 24 फ़रवरी 1988 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0>

124 - 02 - 88 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban 2Vardātā sē prāpt huē vardānō̃ kō vr̥iddhi mē̃ lānē key|kī vidhi 3Sarvśhaktiyō̃ sē sampann bhav kā vardān dēnē vālē , tension sē mukt kar attention khiñcavānē vālē sadgurū bāpdādā apnē bachchō̃ prati bōlē 4Āj bāpdādā apnē rūhānī chātrak bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .

0> > 24-02-88 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

5Har ēk bachchā bāp sē sunnē K|kē , milnē K|kē aur sāth - sāth bāp samān bannē K|kē chātrak haĩ . 6Sunnē sē janm - janmāntar key|kī pyās miṭ jātī hai .

1Today BapDada is seeing the children who are like spiritual chatrak birds - anxious to listen, to meet, and to become equal to Baba.

7Gyān - amr̥it pyāsī ātmāō̃ kō tr̥ipt ātmā banā dētā hai . 8Suntē - suntē ātmāyē̃ bhī bāp samān jñānasvarūp ban jātī haĩ vā yah kahē̃ gyān - murlī suntē - suntē svayã bhī ‘ murlīdhar bachchē ' ban jātē haĩ . 9Rūhānī milan manānē bāp K|kē snēh mē̃ samā jātē haĩ . 10Milan manātē lavlīn , magna sthiti vālē ban jātē haĩ , milan manātē ēk bāp dūsrā na kōī - is anubhūti mē̃ samāyē huē rahtē haĩ , milan manātē nirvighna , sadā bāp K|kē saṅg K|kē raṅg mē̃ lāl ban jātē haĩ .

2As you listen to the flute of knowledge, you become players of that flute.

11Jab aisē samāyē huē vā snēh mē̃ lavlīn ban jātē haĩ tō kyā āśhā rahtī hai  ? 12‘ bāp - samān ' bannē key|kī .

3As you celebrate the spiritual meeting , you become merged in Baba’s love, and lost in love - free from obstacles and coloured by Baba’s company.

13Bāp K|kē her|har kadam - par - kadam rakhnē vālē arthāt bāp samān bannē vālē . 14Jaisē bāp kā sadā sarvśhaktivān svarūp hai , aisē bachchē bhī sadā master sarvśhaktivān kā svarūp ban jātē haĩ . 15Jō bāp kā svarūp hai - sadā śhaktiśhālī , sadā light - aisē samān ban jātē haĩ . 16Samān bannē key|kī viśhēṣh bātē̃ jāntē hō nā , kin - kin bātō̃ mē̃ bāp samān bannā hai  ?

4As is Baba’s name, so is the children’s name - world benefactor.

17Ban rahē hō aur banē bhī hō . 18Jaisā bāp kā nām , bachchō̃ kā bhī vahī nām hai .

5As is Baba’s form, so is the children’s form.

19Viśhva - kalyāṇkārī  ! 20Yahī nām hai nā āp sabkā .

6As are Baba’s virtues, so are the children’s virtues.

21Jō bāp kā rūp vahī bachchō̃ kā rūp , jō bāp K|kē guṇ vah bachchō̃ K|kē . 22Bāp K|kē her|har guṇ kō dhāraṇ karnē vālē hī bāp samān bantē haĩ .

7So check yourself - to what extent have you become like Baba in every respect?

23Jō bāp kā kārya , vah bachchō̃ kā kārya . 24Sab bātō̃ mē̃ bāp samān bannā hai . 25Lakṣhya tō sabhī kā vahī hai nā .

8Baba has given the blessing: “may you constantly be full of the wealth of all powers”.

26Sammukh rahnē vālē nahī̃ lēkin samān bannē vālē haĩ . 27Iskō hī kahā jātā hai - follow father karnē vālē . 28Tō apnē kō check karō - sab bātō̃ mē̃ kahā̃ tak bāp samān banē haĩ  ? 29Samān bannē kā vardān ādi sē bāp nē bachchō̃ kō diyā hai .

9These are the treasures of Brahmin life.

30Ādi kā vardān hai - ‘ sarv śhaktiyō̃ sē sampann bhav ' . 31Laukik jīvan mē̃ bāp vā gurū vardān dētē haĩ .

10“May you have a long life” - from Brahmin birth until the end of establishment.

32‘ dhanvān bhav ' , ‘ putravān bhav ' , ‘ baṛī āyu bhav ' , yā ‘ sukhī bhav ' kā vardān dētē haĩ . 33Bāpdādā nē kyā vardān diyā  ? 34‘ sadā gyān - dhan , śhaktiyō̃ K|kē dhan sē sampann bhav ' . 35Yahī brāhmaṇ jīvan kā khazānā hai .

11If the soul goes towards old sanskars, away from Brahmin life, this is taking birth again, but with a short life span - some are such that it is as if they are in a coma - that living is equivalent to being dead.

36Jab sē brāhmaṇ janma liyā , tab sē saṅgamyug key|kī sthāpanā K|kē kārya mē̃ ant tak jīnā arthāt ‘ baṛī āyu bhav ' . 37Bīch mē̃ agar brāhmaṇ jīvan sē nikal purānē saṅskārō̃ yā purānē saṅsār mē̃ chalē jātē haĩ tō iskō kahā jātā hai - janma liyā lēkin chhōṭī āyu vālē , kyōṅki brāhmaṇ jīvan sē mar gayē . 38Kōī - kōī aisē bhī hōtē haĩ jō kōmā mē̃ chalē jātē haĩ , hōtē huē bhī nā K|kē barābar hōtē haĩ aur kabhīkabhī jāg bhī jātē haĩ lēkin vah jindā hōnā bhī marnē K|kē samān hī hōtā hai . 39Tō ‘ baṛī āyu bhav ' arthāt sadā ādi sē ant tak brāhmaṇ jīvan vā śhrēṣhṭh divya jīvan key|kī sarv prāptiyō̃ mē̃ jīnā .

12So have a long life span - live the elevated, divine, Brahmin life of all attainments from the beginning until the end.

40Baṛī āyu kē sāth - sāth ‘ nirōgī bhav ' kā bhī vardān āvaśhyak hai . 41Agar āyu baṛī hai lēkin māyā key|kī vyādhi bār - bār kamzōr banā dētī hai tō vah jīnā bhī jīnā nahī̃ hai . 42Tō ‘ baṛī āyu bhav ' kē sāth sadā tandurūsta rahnā arthāt nirvighna rahnā hai . 43Bār - bār uljhan mē̃ vā dilśhikasta key|kī sthiti K|kē bistar havālē nahī̃ hōnā hai .

13“May you be free from disease”.

44Jō kōī bīmār hōtā hai tō bistarē havālē hōtā hai nā . 45Chhōṭī - chhōṭī uljhan tō chaltē - phirtē bhī khatm kar dētē hō lēkin jab kōī baṛī samasyā ā jātī , uljhan mē̃ ā jātē , dilśhikasta ban jātē hō tō man key|kī hālat kyā hōtī hai  ? 46Jaisē śharīr bistarē K|kē havālē hōtā hai tō kōī dil nahī̃ hōtī - uṭhnē key|kī , chalnē key|kī vā khānē - pīnē key|kī kōī dil nahī̃ hōtī . 47Aisē yahā̃ bhī yōg mē̃ baiṭhē̃gē tō bhī dil nahī̃ lagēgī , gyān bhī sunē̃gē tō dil sē nahī̃ sunē̃gē .

14If the lifespan is long but the sickness of Maya makes the soul weak again and again, that living is not living - so remain healthy: free from obstacles.

48Sēvā bhī dil sē nahī̃ karē̃gē  ; dikhāvē sē vā ḍar sē , lōklāj sē karē̃gē . 49Iskō sadā tandurūsta jīvan nahī̃ kahē̃gē .

15“May you have many children” - may you be stable on the stage of master creator - with the blessing of unlimited children.

50Tō ‘ baṛī āyu bhav ' arthāt ‘ nirōgī bhav ' iskō kahā jātā hai . 51‘ putravān bhav ' vā ‘ santān bhav ' . 52Āpkē santān haĩ  ? 53Dō - chār bachchē nahī̃ paidā kiyē haĩ  ?

16Have the consciousness of each soul, and the elements of nature, as your creation, and have good wishes and pure feelings of benefit for each one.

54‘ santān bhav ' kā vardān hai nā . 55Dō - chār bachchō̃ kā vardān nahī̃ miltā lēkin jab bāp samān master rachayitā key|kī stage par sthiti hō tab tō yah sab apnī rachnā lagtī hai . 56Bēhad K|kē master rachayitā bannā , yah bēhad kā ‘ putravān bhav ' , ‘ santān bhav ' hō jātā .

17The seed, the creator of the tree, will stand on top of the kalpa tree - together with Baba the soul will become the unlimited master creator, and spread the rays of powers, virtues, good wishes, pure feelings, love and co-operation.

57Had K|kē nahī̃ ki jō dō - chār jigyāsu hamnē banāyā , yah mērē haĩ . 58Nahī̃ . 59Master rachtā key|kī stage bēhad key|kī stage hai .

18The sun’s rays spread automatically over the entire world, because the sun is high above.

60Kisī bhī ātmā kō vā prakr̥iti K|kē tatvō̃ kō bhī apnī rachnā samajh viśhva - kalyāṇkārī sthiti sē har ēk kē prati kalyāṇ key|kī śhubh bhāvnā , śhubh kāmnā rahtī hai . 61Rachtā key|kī rachnā prati yahī bhāvnāyē̃ rahtī haĩ . 62Jab bēhad K|kē master rachayitā ban jātē hō tō kōī had key|kī ākarṣhaṇ ākarṣhit nahī̃ kar sakēgī . 63Sadā apnē kō kahā̃ khaṛā huā dēkhē̃gē  ?

19In the same way, become master creator and master seed and give rays and water to the entire tree.

64Jaisē vr̥ikṣha kā rachtā ‘ bīj ' , jab vr̥ikṣha key|kī antim stage ātī hai tō vah bīj ūpar ā jātā hai nā . 65Aisē bēhad K|kē master rachayitā sadā apnē kō is kalpa vr̥ikṣha kē ūpar khaṛā huā anubhav karē̃gē , bāp kē sāth - sāth vr̥ikṣha kē ūpar master bījrūp ban śhaktiyō̃ key|kī , guṇō̃ key|kī , śhubhbhāvnā - śhubh kāmnā key|kī , snēh key|kī , sahyōgī key|kī kiraṇē̃ phailāyēṅgē . 66Jaisē sūrya ū̃chā rahtā hai tō sārē viśhva mē̃ svataḥ hī kiraṇē̃ phailtī haĩ nā . 67Aisē master rachayitā vā master bījrūp ban sārē vr̥ikṣha kō kiraṇē vā pānī dē saktē hō  ?

20So how many children do you have?

68Tō kitnī santān huī  ? 69Sārī viśhva āpkī rachnā hō gaī nā . 70Tō ‘ master rachtā bhav ' . 71Iskō kahtē hai ‘ putravān bhav ' .

21The entire world is your creation!

72Tō kitnē vardān haĩ  ! 73Iskō hī kahā jātā hai - bāp samān bannā . 74Janmatē hī yah sab vardān har ēk brāhmaṇ ātmā kō bāp nē dē diyē hai . 75Vardān milē haĩ nā .

22So, Baba gave all these blessings to each Brahmin soul, as soon as each one took birth.

76Vā abhī milnē haĩ  ? 77Jab kōī bhī vardān kisī kō miālatā hai tō vardān kē sāth vardān kō kārya mē̃ lagānē key|kī vidhi bhī sunāī jātī hai . 78Agar vah vidhi nahī̃ apnātē tō vardān kā lābh nahī̃ lē saktē . 79Tō vardān tō sabhī kō milā huā hai lēkin har ēk vardān kō vidhi sē vr̥iddhi kō prāpt kar saktē haĩ .

23Everyone has received blessings, but you can increase your blessing with the accurate method: remember each blessing according to the time, and by remembering it you will become powerful and the embodiment of success.

80Vr̥iddhi kō kaisē prāpt kar saktē , uskī vidhi sabsē sahaj aur sabsē śhrēṣhṭh yahī hai - jaisā samay us pramāṇ vardān smr̥iti mē̃ āyē . 81Aur smr̥iti mē̃ ānē sē samarth ban jāyēṅgē aur siddhi svarūp ban jāyēṅgē . 82Jitnā samay pramāṇ kārya mē̃ lagāyēṅgē , utnā vardān vr̥iddhi kō prāpt kartā rahēgā arthāt sadā vardān kā phal anubhav kartē rahē̃gē . 83Itnē śhrēṣhṭh śhaktiśhālī vardān milē huē haĩ - na sirph apnē prati kārya mē̃ lagāē phal prāpt kar saktē hō lēkin anya ātmāō̃ kō bhī vardātā bāp sē vardān prāpt karānē K|kē yōgya banā saktē hō  !

24The more you use it according to the time, the more the blessing will increase.

84Yah saṅgamyug kā vardān 21 janm bhinn rūp sē sāth mē̃ rahtā hai . 85Yah saṅgam kā rūp alag hai aur 21 janm yahī vardān jīvan K|kē hisāb sē chaltā rahtā hai . 86Lēkin vardātā aur vardān prāpt hōnē kā samay abhī hai . 87Tō yah check karō ki sarv vardān kārya mē̃ lagātē sahaj āgē baṛh rahē hō  ?

25You have received such elevated powerful blessings that not only can you achieve fruits by using them for yourself, but you can also make other souls worthy to claim blessings from BapDada, the Bestower of Blessings.

88Yah vardān key|kī viśhēṣhtā hai ki vardānī kō kabhī mēhnat nahī̃ karnī paṛtī . 89Jab bhakta ātmāyē̃ bhī mēhnat kar thak jātī haĩ tō bāp sē vardān hī māṅgtī haĩ . 90Āpkē pās|pass bhī jab lōg ātē haĩ , yōg lagānē key|kī mēhnat nahī̃ karnē chāhtē tō kyā bhāṣhā bōltē haĩ  ? 91Kahtē haĩ - sirph hamē̃ vardān dē dō , māthē par hāth rakh lō .

26Now is the time to meet the Bestower of Blessings and so receive blessings.

92Āp brāhmaṇ bachchō̃ kē ūpar vardātā bāp kā hāth sadā hai . 93Śhrēṣhṭh mat hī hāth hai .

27The one who has received blessings does not have to labour.

94Sthūl hāth tō 24 ghaṇṭē nahī̃ rakhē̃gē nā  ! 95Yah bāp K|kē śhrēṣhṭh mat kā vardān rūpī hāth sadā bachchō̃ kē ūpar hai . 96Amr̥itvēlē sē lēkar rāt kō sōnē tak her|har śhvāṅs kē liē , her|har saṅkalp kē liē , her|har karma kē liē śhrēṣhṭh mat kā hāth hai hī . 97Isī vardān kō vidhipūrvak chalātē chalō tō kabhī bhī mēhnat nahī̃ karnī paṛēgī .

28The hand of Baba, the Bestower of Blessings, is constantly over you the Brahmin children.

98Jaisē dēvtāō̃ kē liē gāyan hai - ichchhā - mātram - avidyā . 99Yah hai phariśhtā jīvan key|kī viśhēṣhtā . 100Dēvtāī jīvan mē̃ tō ichchhā key|kī bāt hī nahī̃ . 101Brāhmaṇ jīvan sō phariśhtā jīvan ban jātī arthāt karmātīt sthiti kō prāpt hō jātē .

29The elevated directions are the hand.

102Kisī bhī śhuddha karma vā vyarth karma vā vikarma vā pichhlā karma , kisī bhī karma K|kē bandhan mē̃ bandhakar karnā - iskō karmātīt avasthā nahī̃ kahē̃gē . 103Ēk hī karma kā sambandh , ēk hai bandhan . 104Tō jaisē yah gāyan hai - had key|kī ichchhā sē avidyā , aisē phariśhtā jīvan vā brāhmaṇ jīvan arthāt ‘ muśhkil ' śhabda key|kī avidyā , bōjh sē avidyā , mālūm hī nahī̃ ki vah kyā hōtā hai  ! 105Tō vardānī ātmā arthāt muśhkil jīvan sē avidyā kā anubhav karnē vālī .

30There is praise for the deities - that they have no knowledge of any desires - this is really the speciality of an angelic life.

106Iskō kahā jātā hai - vardānī ātmā . 107Tō bāp samān bannā arthāt sadā vardātā sē prāpt huē vardānō̃ sē palnā , sadā niśhchinta , niśhchit vijay anubhav karnā . 108Kaī bachchē purūṣhārth tō bahut achchhā kartē . 109Lēkin purūṣhārth kā bōjh anubhav hōnā - yah yathārth purūṣhārth nahī̃ hai .

31There is no question of any desires in a deity life.

110Attention rakhnā - yah brāhmaṇ jīvan key|kī vidhi hai . 111Iskō bhī yathārth attention nahī̃ kahā jāyēgā . 112Jaisē jīvan mē̃ sthūl knowledge rahtī hai ki yah chīz achchhī hai , yah bāt karnī hai , yah nahī̃ karnī hai .

32Brahmin life becomes the angelic life - that is you reach the karmateet stage, and then perform no sinful or impure or useless or karma-bound action.

113Tō knowledge K|kē ādhār par jō knowledgeful hōtē haĩ , unkī niśhānī hai - unkō natural attention rahtā - yah khānā hai , yah nahī̃ khānā hai  ; yah karnā hai , yah nahī̃ karnā hai . 114Her|har kadam mē̃ tension nahī̃ rahtā ki yah karū̃ yā nahī̃ karū̃ , yah khāū̃ yā nahī̃ khāū̃ , aisē chalū̃ vā nahī̃  ? 115Natural knowledge key|kī śhakti sē attention hai . 116Aisē , yathārth purūṣhārthī kā her|har kadam , her|har karma mē̃ natural attention rahtā hai ki kyōṅki knowledge key|kī light - might svataḥ yathārth rūp sē , yathārth rīti sē chalātī hai .

33There may be relationship with karma, but no bondage - this is called an angel.

117Tō purūṣhārth bhalē karō . 118Attention jarūr rakhō lēkin ‘ tension ' K|kē rūp mē̃ nahī̃ . 119Jab tension mē̃ ā jātē hō tō chāhtē hō bahut kām karnē vā bannē chāhtē hō number one lēkin ‘ tension ' jitnā chāhtē hō utnā karnē nahī̃ dētā , jō bannē chāhtē hō vah bannē nahī̃ dētā aur tension , tension kō paidā kartā hai , kyōṅki jō chāhtē hō vah nahī̃ hōtā hai tō aur tension baṛhtā hai . 120Tō purūṣhārth sabhī kartē hō lēkin kōī jyādā purūṣhārth kō bhārī kar dētē aur kōī phir bilkul albēlē hō jātē - jō hōnā hōgā hō jāyēgā , dēkhā jāyēgā , kaun dēkhtā hai , kaun suntā hai … .

34Just as there is ignorance of desires, in Brahmin life there is ignorance of burden.

121Tō na vah achchhā , na vah achchhā hai . 122Isliē balance sē bāp key|kī blessing , vardānō̃ kā anubhav karō . 123Sadā bāp kā hāth mērē ūpar hai - is anubhav kō sadā smr̥iti mē̃ rakhō . 124Jaisē bhakta ātmāyē̃ sthūl chitra kō sāmnē rakhtī haĩ ki māthē par vardān kā hāth hai , tō āp bhī chaltē - phirtē buddhi mē̃ yah anubhav kā chitra sadā smr̥iti rakhō .

35This is called a blessed soul.

125Samjhā  ?

126Bahut purūṣhārth kiyā , ab vardānō̃ sē paltē uṛtē chalō . 127Bāp K|kē gyān - dātā , vidhātā kā anubhav kiyā , ab vardātā kā anubhav karō . 128Achchhā  ! 129Sadā her|har kadam mē̃ bāp kō follow karnē vālē , sadā apnē kō vardātā bāp K|kē vardānī śhrēṣhṭh ātmā anubhav karnē vālē , sadā her|har kadam sahaj pār karnē vālē , sadā sarv vardān samay par kārya mē̃ lagānē vālē , aisē bāp samān bannē vālē śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō bāpdādā kā vardātā K|kē rūp mē̃ yādpyār aur namastē .

36Always be carefree, and experience victory as a certainty.

130' ' 131Mukhya mahārathī bhāīyō̃ sē mulākāt 132Janm sē kitnē vardān milē huē haĩ  ! 133Har ēk kō apnē - apnē vardān milē huē haĩ .

37Some children make good effort - but to experience effort as a burden is not accurate effort.

134Janm hī vardānō̃ sē huā . 135Nahī̃ tō , āj itnā āgē nahī̃ baṛh saktē . 136Vardān sē janm huā , isliē baṛh rahē hō . 137Pāṇḍavō̃ key|kī mahimā cum|kam thōṛē hī hai .

38To pay attention is the accurate method of a Brahmin, but attention changes into tension.

138Harēk key|kī viśhēṣhtā kā varṇan karē̃ tō kitnī hai  ! 139Yah jō bhāgavat banā huā hai , vah ban jāyē . 140Bāp key|kī najar mē̃ harēk key|kī viśhēṣhatāyē̃ haĩ . 141Aur kuchh dēkhtē bhī nahī̃ dēkhtē haĩ , jāntē bhī nahī̃ jāntē haĩ .

39Accurate attention is natural with the power of knowledge - the light and might of knowledge enables you to move in an accurate way, with an accurate method.

142Tō viśhēṣhtā sadā āgē baṛhā rahī hai aur baṛhātī rahēgī . 143Jō janm sē vardānī ātmāyē̃ haĩ , vah kabhī bhī pīchhē nahī̃ haṭ saktī . 144Sadā uṛnē vālī vardānī ātmāyē̃ hō .

40So by all means make effort - definitely pay attention, but not in the form of tension.

145Vardātā bāp K|kē vardān āgē baṛhā rahē haĩ . 146Pāṇḍav gupta rahtē haĩ lēkin bāpdādā K|kē dil par sadā pratyakṣha haĩ . 147Achchhē - achchhē plan tō pāṇḍav hī banātē haĩ .

41Tension creates further tension, because what you wish to happen does not happen.

148Śhaktiyā̃ śhikār kartī lēkin kamāl tō lānē vālō̃ kī hai . 149Agar lānē vālē lāyē̃ hī nahī̃ tō śhikār kyā karē̃gī  ? 150Isliē pāṇḍavō̃ kō viśhēṣh apnā vardān hai .

42So be neither heavy, nor careless - but, through balance, experience Baba’s blessings.

151‘ yād ' aur ‘ sēvā ' kā bal viśhēṣh milā huā hai . 152‘ yād kā bal ' bhī viśhēṣh miltā hai , ‘ sēvā ' kā bal bhī viśhēṣh miltā hai kyō̃  ? 153Uskā bhī kāraṇ hai . 154Kyōṅki jō jitnā āvaśhyaktā K|kē samay kārya mē̃ āyē haĩ , uskō viśhēṣh vardān milā huā hai .

43Always remember that Baba’s hand is over your head.

155Jaisē ādi mē̃ jab sthāpanā huī tō āp pāṇḍav merge thē , emerge nahī̃ thē . 156Śhaktiyā̃ example banī̃ aur unhō̃ K|kē example kō dēkh aur āgē baṛhē . 157Tō yah āvaśhyaktā K|kē example banē . 158Isliē , jitnā jō āvaśhyaktā K|kē samay sahyōgī banē haĩ - chāhē jīvan sē , chāhē sēvā sē … unkō drama anusār viśhēṣh bal miltā hai .

44You have made a lot of effort - now be sustained by blessings, and fly.

159Apnā purūṣhārth tō hai hī lēkin extra bal miltā hai . 160Achchhā  ! 161Sēvā karnē sē jō sarv ātmāyē̃ khuśh hōtī haĩ , uskā bhī bahut bal miltā hai .

45You have experienced Baba as the Bestower of Knowledge and Wisdom - now experience Him as the Bestower of Blessings.

162Jō anubhavī ātmāyē̃ haĩ , unhō̃ K|kē sēvā key|kī āvaśhyaktā hai . 163Kyōṅki jinhōnnē sākār mē̃ pālnā lī hai , unhō̃ kō dēkhkar K|kē sadā bāp hī yād ātā hai . 164Kabhī bhī āp lōg ( dādiyā̃ ) kahā̃ jāyēṅgī tō viśhēṣh kyā pūchhē̃gē  ? 165Charitra sunāō , kōī bāp key|kī bātē̃ sunāō .

46To those who constantly follow the Father at every step, who constantly experience themselves to be elevated blessed souls who belong to the Bestower of Blessings; to those who always use the blessings at the appropriate time; to such elevated souls who are to become equal to Baba, BapDada’s love, remembrance, and namaste.

166Tō viśhēṣhtā hai nā .

167Isliē sēvā key|kī viśhēṣhtā kā vardān milā huā hai . 168Chāhē stage par khaṛē hōkar bhāṣhaṇ na bhī karō lēkin yah sabsē baṛā bhāṣhaṇ hai . 169Charitra sunākar charitravān bannē key|kī prērṇā dēnā - yah sabsē baṛī sēvā hai . 170Tō sēvā par jānā hī hai aur sēvā kē nimitt bannā hī hai .

47* O M S H A N T I*

171Achchhā  !