गुरुवार 23 नवंबर 1989 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 123-11-89 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 23-11-89 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2Vardātā kō rājī karnē key|kī sahaj vidhi avyakt bāpdādā apnē bachchō̃ prati bōlē 3Āj vardātā bāp apnē vardānī bachchō̃ kō dēkh harṣhit hō rahē haĩ .

1The easy way to please the Bestower of Blessings. 2Today, the Father, the Bestower of Blessings, is pleased to see His children who are blessed.

4Vardātā K|kē bachchē vardānī sab bachchē haĩ lēkin number-vār haĩ .

3All the children of the Father, the Bestower of Blessings, are blessed, but they are numberwise.

5Vardātā sabhī bachchō̃ kō vardānō̃ key|kī jhōlī bhar kar K|kē dētē haĩ . 6Phir number kyō̃  ?

4The Bestower of Blessings gives aprons full of blessings to all the children; so, why is there a number?

7Vardātā dēnē mē̃ number-vār nahī̃ dētē haĩ kyōṅki vardātā kē pās akhuṭ vardān haĩ jō jitnā lēnē chāhē khulā bhaṇḍār hai .

5The Bestower of Blessings does not make it numberwise in giving to everyone because He has such limitless blessings that since it is an open treasure you can take as many as you want.

8Aisē khulē bhaṇḍār sē kaī bachchē sarv vardānō̃ sē sampann bantē haĩ aur kōī bachchē yathā-śhakti tathā sampann bantē haĩ .

6From such an open treasure, some children become full of all blessings whereas others become full according to their capacity.

9Sabsē jyādā jhōlī bharkar dēnē mē̃ bhōlānāth , ‘ vardātā ' rūp hī hai .

7It is the form of the Innocent Lord, the Bestower of Blessings, who gives aprons full the most.

10Pahlē bhī sunāyā hai - dātā , bhāgyavidhātā aur vardātā . 11Tīnō̃ mē̃ sē ‘ vardātā ' rūp sē bhōlē bhagvān kahā jātā hai .

8You were told earlier too of the Bestower, the Bestower of Fortune and the Bestower of Blessings.

12Kyōṅki vardātā bahut jaldī rājī hō jātē haĩ . 13Sirph rājī karnē key|kī vidhi jān jātē hō tō siddhi arthāt vardānō̃ key|kī jhōlī sē sampann rahnā bahut sahaj hai .

9Out of all these three, it is the form of the Bestower of Blessings that is said to be the form of the Innocent Lord because the Bestower of Blessings is very quickly pleased.

14Sabsē sahaj vidhi vardātā kō rājī karnē key|kī jāntē hō  ? 15Unkō sabsē priya kaun lagtā hai  ? 16Unkō ‘ ēk ' śhabda sabsē priya lagtā , jō bachchē ‘ ēkvratā ' ādi sē ab tak haĩ vahī vardātā kō ati priya haĩ .

10Once you know the way to please the Lord, it is then very easy to achieve success, that is, to have your aprons filled with blessings. 11Do you know the easiest way to please the Bestower of Blessings?

17Ēkvratā arthāt sirph pativratā nahī̃ , sarv sambandh sē ‘ ēkvratā ' .

12Whom does He love the most? 13He loves the word “one” the most.

18Saṅkalp mē̃ bhī , svapn mē̃ bhī dūjā-vratā na hō . 19Ēk-vratā arthāt sadā vr̥itti mē̃ ēk hō .

14The children who are faithful to One from the beginning until now are deeply loved by the Bestower of blessings.

20Dūsrā - sadā mērā tō ēk dūsrā na kōī - yah pakkā vrat liyā huā hō . 21Kaī bachchē ēkvratā bannē mē̃ baṛī chaturāī kartē haĩ .

15To be faithful to One, that is, not just in terms of purity, but in terms of all relationships ­ not to have anyone else in your thoughts or even your dreams.

22Kaun-sī chaturāī  ? 23Bāp kō hī mīṭhī bātē̃ sunātē ki bāp , śhikṣhak , satgurū kā mukhya sambandh tō āpkē sāth hai lēkin sākār śharīrdhārī hōnē K|kē kāraṇ , sākārī duniyā mē̃ chalnē K|kē kāraṇ kōī sākārī sakhā vā sakhī sahyōg kē liē , sēvā kē liē , rāy-salāh kē liē sākār mē̃ jarūr chāhiē , kyōṅki bāp tō nirākār aur ākār hai , isliē sēvā sāthī hai . 24Aur tō kuchh nahī̃ hai . 25Kyōṅki nirākārī , ākārī milan manānē kē liē svayã kō bhī ākārī , nirākārī sthiti mē̃ sthit hōnā paṛtā hai .

16To be faithful to One means always to have just the One in your attitude.

26Vah kabhī-kabhī muśhkil lagtā hai . 27Isliē samay kē liē sākār sāthī chāhiē .

17Secondly, you have taken a firm vow, have you not, of always belonging to One and none other?

28Jab dimāg mē̃ bahut bātē̃ bhar jāyēṅgī tō kyā karē̃gē  ?

18Some children become very clever in being faithful to the One. 19Which cleverness?

29Sunnē vālā tō chāhiē nā  ! 30Ēkvratā ātmā kē pās aisī bōjh key|kī bātē̃ ikaṭaṭhī nahī̃ hōtī̃ jō sunānī paṛē̃ . 31Ēk taraph bāp kō bahut khuśh kartē hō - bas , āp hī sadaiv mērē sāth rahtē hō , sadā bāp mērē sāth hai , sāthī hai . 32Phir us samay kahā̃ chalā jātā hai  ?

20They relate sweet things to the Father: I have the main relationships of the Father, Teacher and Satguru with you, but because of being a bodily being, because of moving along in the corporeal world, I definitely need corporeal friends for their co­operation, for their service and for their advice in the corporeal form.

33Bāp chalā jātā yā āp kinārē hō jātē hō  ? 34Her|har samay sāth hai vā 6-8 ghaṇṭā sāth hai .

21The Father is Incorporeal and subtle and is therefore, a service companion.

35Vāydā kyā hai  ?

22He isn’t anything else.

36Sāth hai , sāth rahē̃gē , sāth chalē̃gē , yah vāydā pakkā hai nā  ! 37Brahmā bāp sē tō itnā vāydā hai ki sārē chakra mē̃ sāth part bajāyēṅgē  !

23In order to celebrate a meeting with the Incorporeal and the subtle, you yourself have to be in an incorporeal and subtle stage.

38Jab aisā vāydā hai , phir bhī sākār mē̃ kōī viśhēṣh sāthī chāhiē  ?

24You sometimes find that difficult. 25This is why, at that time, you need corporeal companions.

39Bāpdādā kē pās sabkī janmapatrī rahtī hai .

26What do you do when your head is filled with many things?

40Bāp kē āgē tō kahē̃gē āp hī sāthī hō .

27You need someone to whom you can relate these things, do you not?

41Jab paristhiti ātī hai phir bāp kō hī samjhānē lagtē ki yah tō hōgā hī , itnā tō chāhiē hī … .

28Those souls who are faithful to One do not accumulate such burdensome things that they then have to relate them.

42Iskō ēkvratā kahē̃gē  ? 43Sāthī haĩ tō sab sāthī haĩ , kōī viśhēṣh nahī̃ .

29On the one hand, you please the Father very much: Baba, it is just You who is always with me.

44Iskō kahtē haĩ - ēkvratā . 45Tō vardātā kō aisē bachchē ati priya hai .

30The Father is always with me, He is my Companion and so where does He go at that time?

46Aisē bachchō̃ key|kī her|har samay key|kī sarv jimmēvāriyā̃ vardātā bāp svayã apnē ūpar uṭhātē haĩ . 47Aisī vardānī ātmāyē̃ her|har samay , her|har paristhiti mē̃ vardānō̃ K|kē prāpti sampann sthiti anubhav kartī haĩ aur sadā sahaj pār kartī haĩ aur pass with honour bantī haĩ . 48Jab vardātā sarv jimmēvāriyā̃ uṭhānē kē liē ever ready hai phir apnē ūpar jimmēvārī kā bōjh kyō̃ uṭhātē hō  ? 49Apnī jimmēvārī samajhtē hō tab paristhiti mē̃ pass with honour nahī̃ bantē lēkin dhakkē sē pās|pass hōtē hō .

31Is it that the Father goes away or do you step away?

50‘ kisī kē sāth ' kā dhakkā chāhiē .

32Is He with you at every moment or for 6 to 8 hours?

51Agar battery full charge nahī̃ hōtī tō kār|car kō dhakkē sē chalātē haĩ nā . 52Tō dhakkā akēlā tō nahī̃ dēgē , sāth chāhiē .

33What was the promise you made? 34That you are with Him, that you will remain with Him and that you will go back home with Him.

53Isliē vardānī number-vār ban jātē haĩ .

35This promise is firm, is it not?

54Tō vardātā kō ēk śhabda pyārā hai - ‘ ēkvratā ' . 55Ēk bal ēk bharōsā .

36You promised Father Brahma that you will play your part with him throughout the whole cycle.

56Ēk kā bharōsā dūjē kā bal - aisā nahī̃ kahā jātā . 57‘ ēk bal ēk bharōsā ' hī gāyā huā hai .

37Since you have made such a promise, do you then still need a special companion in the physical form?

58Sāth-sāth ēkmat , na manmat na parmat , ēkras - na aur kōī vyakti , na vaibhav kā ras .

38BapDada has everyone’s horoscope. 39In front of the Father, you would say: You alone are my Companion.

59Aisē hī ēktā , ēkāntpriy . 60Tō ‘ ēk ' śhabda hī priya huā nā . 61Aisē aur bhī nikālnā .

40When any situation arises, you then try to make the Father understand that these things will happen anyway, that you need that much anyway.

62Bāp itnā bhōlā hai jō ēk mē̃ hī rājī hō jātā hai .

41Would you call this being faithful to One?

63Aisē bhōlānāth vardātā kō rājī karnā kyā muśhkil lagtā hai  ?

42If they are companions, then all are companions; there isn’t a particularly special companion.

64Sirph ‘ ēk ' kā pāṭh pakkā karō .

43This is called being faithful to One.

655-7 mē̃ jānē key|kī jarūrat nahī̃ hai . 66Vardātā kō rājī karnē vālē amr̥itvēlē sē rāt tak her|har dincharyā K|kē karma mē̃ vardānō̃ sē hī paltē haĩ , chaltē haĩ aur uṛtē haĩ . 67Aisē vardānī ātmāō̃ kō kabhī kōī muśhkil chāhē man sē , chāhē sambandh-sampark sē anubhav nahī̃ hōgī . 68Her|har saṅkalp mē̃ , her|har second , her|har karma mē̃ , her|har kadam mē̃ ‘ vardātā ' aur ‘ vardān ' sadā samīp , sammukh sākār rūp mē̃ anubhav hōgā .

44The Bestower of Blessings loves such children very much.

69Vah aisē anubhav karēgā jaisē sākār mē̃ bāt kar rahē haĩ . 70Unkō mēhnat anubhav nahī̃ hōgī .

45The Father, the Bestower of Blessings, takes upon Himself all the responsibilities of such children at every moment.

71Aisī vardānī ātmā kō yah viśhēṣh vardān prāpt hōtā hai , jō vah , nirākār-ākār kō jaisē sākār anubhav kar saktē haĩ  !

46Such blessed souls experience the stage of being full of the attainment of blessings at every moment and in every situation.

72Aisē varadāniyō̃ kē āgē hajūr sadā hājar hai , sunā  ?

47They always easily overcome everything and pass with honours.

73Vardātā kō rājī karnē key|kī vidhi aur siddhi - second mē̃ kar saktē hō  ? 74Sirph ēk mē̃ dō nahī̃ milānā , bas .

48Since the Bestower of Blessings is ever­ready to take all responsibilities, why do you keep the burden of responsibility on yourself?

75Phir sunāyēṅgē - ēk K|kē pāṭh kā vistār . 76Bāpdādā kē pās sabhī bachchō̃ K|kē charitra bhī haĩ tō chaturāī bhī hai . 77Result tō sārī bāpdādā kē pās hai nā .

49It is because you consider that to be your responsibility that you are therefore unable to pass with honours in the situation, but you pass by being pushed; you need the push of someone’s company.

78Chaturāī key|kī bātē̃ bhī bahut ikaṭaṭhī haĩ . 79Naī-naī bātē̃ sunātē haĩ .

50If the battery is not fully charged, the car has to be pushed, does it not?

80Suntē rahtē haĩ . 81Sirph bāpdādā nām nahī̃ lētē haĩ isliē samajhtē haĩ bāp kō mālūm nahī̃ paṛtā .

51So, you would not push it by yourself, you would need someone’s company. 52This is why you become blessed numberwise.

82Phir bhī chance dētē rahtē haĩ . 83Bāp samjhātē haĩ bachchē real samajh sē bhōlē haĩ .

53So, the Bestower of Blessings likes the one word “ek­vrata”, faithful to One.

84Tō aisē bhōlē nahī̃ banō .

54One Strength and one Support.

85Achchhā . 86Vidēśh kā bhī chakra lagā kar bachchē pahũch gayē haĩ .

55It is not said: Strength of one and support of another one.

87 ( jānkī dādī , doctor Nirmalā aur Jagdīśh bhāī vidēśh kā chakra lagākar āyē haĩ ) achchhī result hai . 88Aur sadā hī sēvā key|kī saphaltā mē̃ vr̥iddhi hōnī hī hai .

56It is remembered as one Strength and one Support. 57At the same time, “ek­mat” ­ you are following the directions of One, not the dictates of your own mind or those of others.

89U|you . N . kā bhī viśhēṣh sēvā K|kē kārya mē̃ sambandh hai . 90Nām unhō̃ kā , kām tō āpkā hī hō rahā hai .

58“Ekras”(constant and stable) ­ there isn’t any interest in any other beings or possessions.

91Ātmāō̃ kō sahaj sandēśh pahũch jāē - yah kām āpkā hō rahā hai .

59In the same way, “ekta” – unity, and “ekantpriya” ­ one who has love for solitude.

92Tō vahā̃ kā bhī programme achchhā huā .

60So, it is the word “ek” (one) that is loved, is it not?

93Russia bhī rahā huā thā , unkō bhī ānā hī thā .

61Find such other words too.

94Bāpdādā nē tō pahlē hī saphaltā kā yādpyār dē diyā thā .

62The Father is so innocent that He becomes pleased with just one thing.

95Bhārat K|kē ēmbasaḍar ban kar gayē tō bhārat kā nām bālā huā nā  ! 96Chakravartī ban chakra lagānē mē̃ majā ātā hai nā  !

63Do you find it difficult to please such an Innocent Lord, the Bestower of Blessings?

97Kitnī duāyē̃ jamā karkē āyē  !

64Simply make the lesson of One firm.

98Nirmal-āśram ( ḍô 0 Nirmalā ) bhī chakra hī lagātī rahtī hai . 99Vaisē tō sab sēvā mē̃ lagē huē haĩ lēkin samay K|kē pramāṇ viśhēṣh sēvā hōtī tō viśhēṣh sēvā key|kī mubārak dētē haĩ .

65There is no need to go into 5 or 7. Those who please the Bestower of Blessings are sustained by blessings in every action of their timetable from amrit vela till night time.

100Sēvā K|kē binā tō rah nahī̃ saktē hō .

66They move along and fly with these blessings.

101Landan , America , aphrīkā aur Australia - āp lōgō̃ nē yah 4 zone banāyē haĩ nā .

67Such blessed souls never experience anything to be difficult either in their mind or in their relationships and connections.

102Pā̃cavā̃ hai bhārat . 103Bhārat vālō̃ kō pahlē chance milā hai milnē kā . 104Jō karkē āyē aur jō āgē karē̃gē - sab achchhā hai aur sadā hī achchhā rahēgā .

68In every thought, every second, every action and at every step, they constantly experience the Bestower of Blessings and blessings constantly close and personally in front of them in the corporeal form.

105Chārō̃ hī zone K|kē sabhī double vidēśhī bachchō̃ kō āj viśhēṣh yādpyār dē rahē haĩ .

69They experience it as though they are speaking to one another in the corporeal form.

106Russia bhī ēśhiyā mē̃ ā jātā hai .

70They do not experience anything to be hard work.

107Sēvā kā respond achchhā mil rahā hai . 108Himmat bhī achchhī hai tō madad bhī mil rahī hai aur miltī rahēgī .

71Such blessed souls have attained the special blessing of experiencing the Incorporeal and subtle in the corporeal form.

109Bhārat mē̃ bhī abhī viśhāl programme karnē kā plan banā rahē haĩ .

72The Lord is always present in front of such blessed souls.

110Ēk-ēk kō , viśhēṣhtā aur sēvā key|kī lagan mē̃ magan rahnē key|kī mubārak aur yādpyār . 111Achchhā .

73Did you hear the method and success of pleasing the Bestower of Blessings?

112Sarv bachchō̃ kō sadā sahaj chalnē key|kī siddhi kō prāpt karnē key|kī sahaj yukti jō sunāī , isī vidhi kō sadā prayōg mē̃ lānē vālē prayōgī aur sahajyōgī , sadā vardātā K|kē vardānō̃ sē sampann vardānī bachchō̃ kō , sadā ‘ ēk ' kā pāṭh her|har kadam mē̃ sākār svarūp mē̃ lānē vālē , sadā nirākār ākār bāp kē sāth key|kī anubhūti sē sadā sākār svarūp mē̃ lānē vālē , aisē sadā vardānī bachchō̃ kō bāpdādā kā dātā , bhāgyavidhātā aur vardātā kā yādpyār aur namastē . 113Mulākāt dādī jānkī jī sē  : jitnā sabhī kō bāp kā pyār bāṇṭtē haĩ utnā hī aur pyār kā bhaṇḍār baṛhtā jātā hai . 114Jaisē her|har samay pyār key|kī barsāt hō rahī hai - aisē hī anubhav hōtā hai nā  ! 115Ēk kadam mē̃ pyār dō aur bār-bār pyār lō|low .

74Are you able to do this in a second?

116Sabkō pyār hī chāhiē . 117Gyān tō sun liyā hai nā  !

75Simply do not let two become mixed into one, that is all.

118Tō ēk aisē bachchē haĩ jinkō pyār chāhiē aur dūsrē haĩ jinkō śhakti chāhiē . 119Tō kyā sēvā key|kī  ?

76Baba will tell you about the expansion of the lesson of “ek” (one) at some other time.

120Yahī sēvā key|kī nā - kiskō pyār diyā bāp dvārā aur kiskō śhakti bāp sē dilāī .

77BapDada has all the children’s divine activities as well as their games of cleverness. 78BapDada has all the results.

121Gyān K|kē rājō̃ kō tō jān gayē haĩ .

79Many things of your cleverness have also accumulated.

122Abhī chāhiē unhō̃ mē̃ umaṅg-utsāh sadā banā rahē , vah nīchē-ūpar hōtā hai .

80You tell Baba new things. 81He continues to hear these things.

123Phir bhī bāpdādā double vidēśhī bachchō̃ kō āphrīn ( śābāś ) dētē haĩ - bhinn dharm mē̃ chalē tō gayē nā  !

82BapDada is not mentioning any names, and so you think that BapDada isn’t aware of anything. 83Nevertheless, He continues to give you chances.

124Bhinn dēśh , bhinn rasm - phir bhī chal rahē haĩ aur kaī tō vāris bhī nikalē haĩ .

84The Father thinks that children are truly innocent in having real understanding. 85So, do not become so innocent.

125Achchhā  !

86Achcha.

126Mahārāṣṭr-pūnā group  : sabhī mahān ātmāyē̃ ban gayē nā  !

87(Dadi Janki, Dr. 88Nirmala and Brother Jagdish have returned from their tours abroad).

127Pahlē sirph apnē kō mahārāṣhṭra nivāsī kahlātē thē , abhī svayã mahān ban gayē .

89You have arrived here having toured abroad. 90The result is good and there always has to be expansion in the success of service.

128Bāp nē harēk bachchē kō mahān banā diyā .

91There is also the UN connection in the special service.

129Viśhva mē̃ āpsē mahān aur kōī hai  ?

92It is their name but your work that is being accomplished.

130Sabsē nīchē bhāratvāsī girē aur usmē̃ bhī jō 84 janm lēnē vālī brāhmaṇ ātmāyē̃ haĩ , vah nīchē girī .

93Your work of souls easily receiving a message is happening. 94So the programmes there were also good.

131Tō jitnā nīchē girē utnā abhī ū̃chā uṭh gayē .

95Russia was still left, and they too had to come.

132Isliē kahtē haĩ brāhmaṇ arthāt ūñchī chōṭī .

96BapDada had already given you love and remembrance for success.

133Jō ū̃cāī kā sthān hōtā hai uskō chōṭī kahā jātā hai . 134Pahāṛō̃ key|kī ū̃cāī kō bhī chōṭī kahtē haĩ .

97You went as the ambassadors of Bharat and so the name of Bharat was glorified.

135Tō yah khuśhī hai ki kyā-sē-kyā ban gayē  !

98You enjoy touring around as rulers of the globe, do you not?

136Pāṇḍavō̃ kō jyādā khuśhī hai yā śhaktiyō̃ kō  ?

99You have returned having accumulated so many blessings.

137 ( śhaktiyō̃ kō ) kyōṅki śhaktiyō̃ kō bahut nīchē girā diyā thā .

100Nirmal ashram (Dr. 101Nirmala) also continues to tour around.

138Dvāpar sē lēkar purūṣh tan nē hī kōī-na-kōī pad prāpt kiyā . 139Dharm mē̃ bhī abhī-abhī females bhī mahāmaṇḍalēśvariyā̃ banī haĩ .

102In fact, all of you are engrossed in service, but special service takes place according to the time, and so Baba is congratulating you for special service.

140Nahī̃ tō mahāmaṇḍalēśhvar hī gāyē jātē thē .

103You cannot stay without doing service.

141Jab sē bāp nē mātāō̃ kō āgē kiyā hai tab sē unhōnnē 2-4 maṇḍalēśvariyā̃ rakh dī haĩ .

104London, America, Africa and Australia – you have created these four zones, have you not?

142Nahī̃ tō dharm K|kē kārya mē̃ mātāō̃ kō kabhī bhī āsan nahī̃ dētē thē .

105And the fifth one is Bharat. 106Those from Bharat have been given the chance of meeting first.

143Isīliē mātāō̃ kō jyādā khuśhī hai aur pāṇḍavō̃ kā bhī gāyan hai . 144Pāṇḍavō̃ nē jīt prāpt kar lī .

107Whatever you have accomplished and whatever you will do in the future, everything is good and it will always remain good.

145Nām pāṇḍavō̃ kā ātā hai lēkin pūjan jyādā śhaktiyō̃ kā hōtā hai .

108Today, BapDada is giving special love and remembrance to all the double foreigners in all four zones.

146Pahlē gurūō̃ kā kar chukē haĩ , abhī śhaktiyō̃ kā kartē haĩ .

109Russia is also included in Asia. 110You are getting a good response in service.

147Jāgraṇ gaṇēśh vā hanumān kā nahī̃ kartē , śhaktiyō̃ kā kartē haĩ . 148Kyōṅki śhaktiyā̃ abhī khud jag gaī haĩ .

111You have good courage and so are also receiving help and will continue to receive help.

149Tō śhaktiyā̃ apnē śhakti rūp mē̃ rahtī haĩ nā  !

112In Bharat too, you are making plans to have a big programme.

150Yā kabhī-kabhī kamzōr ban jātī haĩ  ? 151Mātāō̃ kō dēh K|kē sambandh kā mōh kamzōr kartā hai . 152Thōṛā-thōṛā bāl bachchō̃ mē̃ , pōtrē-dhōtrō̃ mē̃ mōh hōtā hai .

113Congratulations and love and remembrance to each one for your individual speciality and for the deep love you have for service. 114Achcha.

153Aur pāṇḍavō̃ kō kaun-sī bāt kamzōr kartī hai  ? 154Pāṇḍavō̃ mē̃ ahaṅkār K|kē kāraṇ krōdh jaldī ātā hai .

115Baba has told all of you children the easy method to keep moving easily and constantly.

155Lēkin ab tō jīt hō gaī nā  ! 156Ab tō śhānt svarūp pāṇḍav hō gayē aur mātāyē̃ nirmōhī hō gaī̃ . 157Duniyā kahē ki mātāō̃ mē̃ mōh hōtā hai aur āp challenge karō ki ham mātāyē̃ nirmōhī haĩ . 158Aisē hī pāṇḍav bhī śhānt svarūp , kōī bhī āyē tō yah kamāl K|kē gīt gāyē ki yah sab itnē śhānt svarūp ban gayē haĩ jō krōdh kā aṅśh mātra bhī dikhāī nahī̃ dētā .

116To the easy yogi children who constantly continue to experience this method and attain success easily, to the full and blessed children who constantly have blessings from the Bestower of Blessings, to those who always put the lesson of “Ek” into a corporeal form, to those who constantly experience the Lord to be present in the corporeal form with the constant company of the Incorporeal and subtle Father, to such constantly blessed children, love, remembrance and namaste from BapDada, the Bestower, the Bestower of Fortune and the Bestower of Blessings.

159Nain-chain tak bhī nahī̃ āvē .

117BapDada meeting Dadi Janki:

160Kaī aisē kahtē haĩ - krōdh tō nahī̃ hai , thōṛā jōśh ātā hai . 161Tō vah kyā huā vah bhī krōdh kā hī aṅśh huā nā .

118The more you share the Father’s love, accordingly your treasure­store of love continues to increase.

162Tō pāṇḍav vijayī haĩ arthāt bilkul saṅkalp mē̃ bhī śhānt , bōl aur karma mē̃ bhī śāntasvarūp .

119It is as though you experience a shower of love at every moment, is it not? 120Give love at one step and in return, repeatedly receive love.

163Mātāyē̃ sārē viśhva kē āgē apnā nirmōhī rūp dikhāō .

121Everyone just wants love. 122They have all heard knowledge, have they not?

164Lōg tō samajhtē haĩ yah asambhav hai aur āp kahtē hō - sambhav bhī hai aur bahut sahaj bhī hai .

123There are those children who want love and others who want power.

165Lakṣhya rakhō tō lakṣhaṇ jarūr āyēṅgē .

124So, what service did you do?

166Jaisī smr̥iti vaisī sthiti hō jāyēgī .

125This was the service you did, was it not?

167Dharnī mē̃ māt-pitā K|kē pyār kā pānī paṛā huā hai , isliē phal sahaj nikal rahā hai . 168Achchhā hai .

126You gave love to some through the Father and you enabled others to receive power from the Father.

169Bāpdādā sēvā aur sva-unnati - dōnō̃ kō dēkhkar khuśh hōtē haĩ sirph sēvā kō dēkh kar K|kē nahī̃ .

127You already know the secrets of knowledge. 128Now, there just has to be constant zeal and enthusiasm in them as that keeps fluctuating.

170Jitnī sēvā mē̃ vr̥iddhi utnī sva-unnati mē̃ bhī - dōnō̃ - sāth-sāth hō̃ . 171Kōī ichchhā nahī̃ , jab āpē hī sab miltā hai tō ichchhā kyā rakhē̃ . 172Binā kahē , binā māṅgē itnā mil gayā hai jō māṅgnē key|kī ichchhā key|kī āvaśhyaktā nahī̃ .

129Nevertheless, BapDada is patting all the double foreign children on the back, because even though you had gone into different religions, different lands and different customs, you are still continuing here, and even some heirs have emerged. 130Achcha.

173Tō aisē santuṣhṭ hō nā  !

131To the Maharashtra – Pune Group:

174Yahī title apnā smr̥iti mē̃ rakhnā ki santuṣhṭ haĩ aur sarv kō santuṣhṭ kar prāpti svarūp banānē vālē haĩ .

132All of you have become great souls, have you not? 133Previously, you just used to be called residents of Maharashtra, whereas now you yourselves have become great.

175Tō ‘ santuṣhṭ rahnā aur santuṣhṭ karnā ' - yah hai viśhēṣh vardān .

134The Father has come and made each and every child great.

176Asantuṣhṭatā kā nām niśhān nahī̃ .

135Is there anyone in the world greater than you?

177Achchhā . 178Gujarāt-pūnā group  : sabhī dr̥iṣhṭi dvārā śhaktiyō̃ key|kī prāpti key|kī anubhūti karnē K|kē anubhavī hō nā  !

136The people of Bharat have fallen the most and in that too, the Brahmin souls who have been around the cycle have fallen down.

179Jaisē vāṇī dvārā śhakti key|kī anubhūti kartē hō .

137To the extent that you fell down, accordingly you have now been uplifted.

180Murlī suntē hō tō samajhtē hō nā śhakti milī .

138This is why it is said that Brahmins means the top­knot.

181Aisē dr̥iṣhṭi dvārā śhaktiyō̃ key|kī prāpti K|kē anubhūti K|kē abhyāsī banē hō yā vāṇī dvārā anubhav hōtā hai , dr̥iṣhṭi dvārā cum|kam .

139The highest place is said to be the top. 140The highest point of a mountain is also said to be the peak and so you have the happiness of what you have now become from what you were.

182Dr̥iṣhṭi dvārā śhakti catch kar saktē hō  ?

141Do the Pandavas have greater happiness or do the Shaktis? 142(Shaktis).

183Kyōṅki catch karnē K|kē anubhavī hōṅgē tō dūsrō̃ kō bhī apnē divya dr̥iṣhṭi dvārā anubhav karā saktē haĩ .

143Because the Shaktis had been made to fall the lowest. 144From the copper age onwards, it was always the male bodies who attained a status.

184Aur āgē chal kar vāṇī dvārā sabkō parichay dēnē kā samay bhī nahī̃ hōgā aur circumstance bhī nahī̃ hōṅgē , tō kyā karē̃gē  ?

145In religion too, it is only recently that women also become mahamandleshwars. 146Otherwise, it was just male mahamandleshwars who were remembered.

185Vardānī dr̥iṣhṭi dvārā , mahādānī dr̥iṣhṭi dvārā mahādān dēgē , vardān dēgē .

147Since the time that the Father put women at the front, they have also appointed 2 to 4 female mandleshwars.

186Tō pahlē jab svayã mē̃ anubhav hōgā tab dūsrō̃ kō karā sakē̃gē .

148Otherwise, they never used to give a seat to women in a task of any religion.

187Dr̥iṣhṭi dvārā śhānti key|kī śhakti , prēm key|kī śhakti , sukh vā ānand key|kī śhakti sab prāpt hōtī hai .

149This is why the women have greater happiness. 150There is also the praise of the Pandavas. 151The Pandavas gained victory.

188Jaṛ mūrtiyō̃ kē āgē bhī jātē haĩ tō jaṛ mūrti bōltī tō nahī̃ hai nā  !

152It is the name of the Pandavas that is mentioned, but it is the Shaktis who are worshipped more.

189Phir bhī bhakta ātmāō̃ kō kuchh-na-kuchh prāpti hōtī hai , tab tō jātē haĩ .

153Previously, they worshipped the gurus whereas they now worship the Shaktis.

190Kaisē prāpti hōtī hai  ? 191Unkī divyatā K|kē vibration sē aur divya nayanō̃ key|kī dr̥iṣhṭi kō dēkh kar vibration lētē haĩ .

154They don’t stay awake through the night for Ganesh or for Hanuman, but for the Shaktis (goddesses) because the Shaktis have themselves now awakened.

192Kōī bhī dēvtā yā dēvī key|kī mūrti mē̃ viśhēṣh attention nayanō̃ K|kē taraph dēkhē̃gē .

155So, you Shaktis stay in your form of a shakti (power), do you not? 156Or, do you sometimes become weak?

193Harēk kā attention sūrat key|kī taraph jātā hai .

157The attachment to bodily relations makes women weak.

194Kyōṅki mastak K|kē dvārā vibration miltē haĩ , nayanō̃ K|kē dvārā divyatā key|kī anubhūti hōtī hai .

158There is a little attachment to children and grandchildren. 159However, what is it that makes the Pandavas weak?

195Vah āp chaitanya mūrtiyō̃ key|kī jaṛ mūrtiyā̃ haĩ . 196Āp sabnē chaitanya mē̃ yah sēvā kī hai tab jaṛ mūrtiyā̃ banī haĩ .

160Because of ego, the Pandavas quickly get angry, but you have now become victorious, have you not?

197Tō dr̥iṣhṭi dvārā śhakti lēnā aur dr̥iṣhṭi dvārā śhakti dēnā - yah practice karō .

161You have now become Pandavas who are embodiments of peace and you mothers have become free from attachment.

198Śhānti K|kē śhakti key|kī anubhūti bahut śhrēṣhṭh hai . 199Jaisē vartamān samay science key|kī śhakti kā prabhāv hai , har ēk anubhav kartē haĩ .

162The world says that women have attachment but you challenge them in that you women are free from attachment.

200Lēkin science key|kī śhakti silence key|kī śhakti sē hī nikalī hai nā  ! 201Jab science key|kī śhakti alpkāl kē liē prāpti karā rahī hai tō silence key|kī śhakti kitnī prāpti karāyēgī .

163In fact, Pandavas too are embodiments of peace, and anyone who comes should sing songs of wonder that all of you have become such embodiments of peace that not even a trace of anger is visible.

202Padmaguṇā tō itnī śhakti jamā karō .

164It shouldn’t appear even in your eyes or in your features.

203Bāp key|kī divya dr̥iṣhṭi dvārā svayã mē̃ śhakti jamā karō .

165Some say that they don’t get angry, but that they get heated up now and then.

204Tab samay par dē sakē̃gē .

166So, what is that?

205Apnē liē hī jamā kiyā aur kārya mē̃ lagā diyā arthāt kamāyā aur khāyā . 206Jō kamātē haĩ aur khā K|kē khatm kar dētē haĩ unkā kabhī jamā kā khātā nahī̃ rahtā aur jiskē pās|pass jamā kā khātā nahī̃ hōtā hai uskō samay par dhōkhā miltā hai . 207Dhōkhā milēgā tō duḥkh key|kī prāpti hōgī . 208Agar silence key|kī śhakti jamā nahī̃ hōgī , dr̥iṣhṭi K|kē mahattva kā anubhav nahī̃ hōgā tō last samay śhrēṣhṭh pad prāpt karnē mē̃ dhōkhā khā lē̃gē phir duḥkh hōgā .

167That is also a trace of anger, is it not?

209Paśhchātāp hōgā nā . 210Isliē abhī sē bāp key|kī dr̥iṣhṭi dvārā prāpt huī śhaktiyō̃ kō anubhav kartē jamā kartē rahō .

168So, victorious Pandavas means to be completely peaceful, even in your thoughts – embodiments of peace in your words and actions.

211Sabhī kō jamā karnā ātā hai nā  ! 212Jamā hō rahā hai , uskī niśhānī kyā hai  ?

169Mothers, show the whole world your form of being free from attachment.

213Usē naśhā hōgā  ! 214Jaisē sāhūkār lōgō̃ key|kī sāhūkārī key|kī niśhānī kā patā unkē naśhē sē paṛtā hai .

170People think that this is impossible whereas you say that not only is it possible, but that it is also very easy.

215Unkē chalnē mē̃ , baiṭhnē mē̃ , uṭhnē mē̃ naśhā dikhāī dētā hai .

171Keep this aim and you will develop the qualifications for it.

216Aur jitnā naśhā hōgā utnī khuśhī hōgī .

172As is your awareness, so your stage will become likewise.

217Tō āp bhī sadā khuśh rahtē hō nā  ! 218‘ khuśhī ' janma-siddh adhikār hai .

173This land has received the water of love from the mother and Father and this is why the fruit is emerging easily.

219Tō yahī vardān sadā smr̥iti mē̃ rakhnā ki ham sadā jamā K|kē naśhē mē̃ rahnē vālē , sadā khuśhī key|kī jhalak sē aurō̃ kō bhī rūhānī jhalak dikhānē vālē haĩ . 220Kuchh bhī hō jāē - khuśhī K|kē vardān kō khōnā nahī̃ . 221Samasyā āyēgī aur jāyēgī lēkin khuśhī nahī̃ jāyē . 222Kyōṅki khuśhī hamārī chīz hai , samasyā paristhiti hai , dūsrē K|kē taraph sē I|āī|eye huī hai .

174It is good.

223Apnī chīz kō sadā sāth rakhtē haĩ . 224Parāī chīz tō āyēgī bhī jāyēgī bhī .

175BapDada is pleased to see both service and self­progress, not just seeing service.

225Paristhiti māyā kī hai , apnī nahī̃ hai . 226Tō khuśhī kō khōnā nahī̃ . 227Chāhē yah śharīr bhī chalā jāē lēkin khuśhī nahī̃ jāē .

176Let there be just as much progress in self­progress as there is in service – both should be together. 177There are no desires.

228Khuśhī sē śharīr bhī jāyēgā tō baṛhiyā milēgā , purānā jāyēgā tō nayā milēgā .

178When you automatically receive everything you want, why should you have any desires?

229Ḍarnā nahī̃ ki patā nahī̃ kyā banē̃gē . 230Acchē-sē-acchā banē̃gē . 231Achchhā  !

179Without saying anything, without asking for anything, you have received so much that there is no need to

232Gujarāt group  : brāhmaṇ jīvan mē̃ last janm hōnē K|kē kāraṇ śharīr sē chāhē kitnē bhī kamzōr haĩ yā bīmār haĩ , chal saktē haĩ vā nahī̃ bhī chal saktē haĩ lēkin man key|kī uṛān kē liē paṅkh dē diyē haĩ , śharīr sē chal nahī̃ saktē lēkin man sē uṛ tō saktē haĩ nā  ! 233Kyōṅki bāpdādā jāntē haĩ ki 63 janm bhaṭaktē-bhaṭaktē kamzōr hō gayē . 234Śharīr tamōguṇī hō gayē haĩ . 235Tō kamzōr hō gayē , bīmār hō gayē .

180ask for anything.

236Lēkin man sabkā durūsta hai .

181So, are you content to this extent?

237Śharīr mē̃ tandurūsta nahī̃ bhī hō lēkin man mē̃ tō bīmār kōī nahī̃ hai nā . 238Man sabkā paṅkhō̃ sē uṛnē vālā hai .

182Keep this title of yours in your awareness: You are content and you will make everyone content and make them into embodiments of attainment.

239Powerful man key|kī niśhānī hai - second mē̃ jahā̃ chāhē vahā̃ pahũch jāē̃ .

183So remain content and make others content – this is your special blessing.

240Aisē powerful hō yā kabhī kamzōr hō jātē hō .

184Let there be no name or trace of discontentment. 185Achcha.

241Man kō jab uṛnā ā gayā , practice hō gaī tō second mē̃ jahā̃ chāhē vahā̃ pahũch saktā hai .

186Blessing: May you become a master creator who looks after the world with the vehicle of your divine intellect.

242Abhī-abhī sākār vatan mē̃ , abhī-abhī paramdhām mē̃ ēk second key|kī raphtār hai .

187However divine one’s intellect is, accordingly, on the basis of its divinity it is just as fast.

243Tō aisī tēj raphtār hai  ? 244Sadā apnē bhāgya K|kē gīt gātē uṛtē rahō .

188With the vehicle of a divine intellect, clearly travel around the world in one second and look after all souls.

245Sadaiv amr̥itvēlē apnē bhāgya key|kī kōī-na-kōī bāt smr̥iti mē̃ rakhō , anēk prakār K|kē bhāgya milē haĩ , anēk prakār key|kī prāptiyā̃ huī haĩ , kabhī kisī prāpti kō sāmnē rakhō , kabhī kisī prāpti kō rakhō tō bahut ramaṇīk purūṣhārth rahēgā . 246Kabhī purūṣhārth mē̃ apnē kō bōr nahī̃ samajhē̃gē , navīntā anubhav karē̃gē . 247Nahī̃ tō kaī bachchē kahtē haĩ . 248Bas , ātmā hū̃ , śhivbābā kā bachchā hū̃ , yah tō sadaiv kahtē hī rahtē haĩ .

189Make them content.

249Lēkin mujh ātmā kō bāp nē kyā-kyā bhāgya diyā hai , kyā-kyā title diyē haĩ , kyā-kyā khazānā diyā hai , aisē bhinn-bhinn smr̥itiyā̃ rakhō . 250List nikālō .

190The more you tour around as a ruler of the globe, the more the sound will emerge from everywhere that they have seen a light and angels moving around everywhere.

251Smr̥itiyō̃ key|kī kitnī baṛī list hai  ! 252Kabhī khazānō̃ key|kī smr̥itiyā̃ rakhō , kabhī śhaktiyō̃ key|kī smr̥itiyā̃ rakhō , kabhī guṇō̃ key|kī rakhō , kabhī gyān key|kī rakhō , kabhī title rakhō . 253Variety mē̃ sadaiv manōrañjan hō jātā hai . 254Kahā̃ bhī manōrañjan kā programme hōgā tō variety dance hōgī , variety khānā hōgā , variety lōgō̃ sē milnā hōgā .

191For this, as well as being benevolent for the self, become a world benevolent master creator.

255Tab tō manōrañjan hōtā hai nā  ! 256Tō yah bhī sadā manōrañjan mē̃ rahnē kē liē variety prakār key|kī bātē̃ sōchō . 257Achchhā  !

192Slogan: To become a master bestower and give all souls the experience of attainments is to become equal to Father Brahma. 193* * * O MS H A N T I * * *