मंगलवार 5 दिसंबर 1989 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 105-12-89 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban 2Sadā prasann kaisē rahē̃  ?

0> > 05-12-89 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

3Avyakt bāpdādā apnē bachchō̃ prati bōlē

1How to remain constantly happy.

4Āj bāpdādā chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō dēkh rahē thē . 5Kyā dēkhā  ?

2Today, BapDada was seeing all the children from everywhere.

6Har ēk bachchā svayã her|har samay kitnā prasann rahtā hai , sāth-sāth dūsrō̃ kō svayã dvārā kitnā prasann kartē haĩ . 7Kyōṅki paramātma sarv-prāptiyō̃ K|kē pratyakṣasvarūp mē̃ prasannatā hī chēhrē par dikhāī dētī hai . 8‘ ‘ prasannatā ' ' brāhmaṇ jīvan kā viśhēṣh ādhār hai . 9Alpkāl key|kī prasannatā aur sadākāl key|kī sampannatā key|kī prasannatā - ismē̃ rātadin kā antar hai .

3What did He see?

10Alpkāl key|kī prasannatā , alpkāl K|kē prāpti vālē K|kē chēhrē par thōṛē samay kē liē dikhāī jarūr dētī hai lēkin rūhānī prasannatā svayã kō tō prasann kartī hī hai parantu rūhānī prasannatā K|kē vibration anya ātmāō̃ tak bhī pahũchtē haĩ , anya ātmāē̃ bhī śhānti aur śhakti key|kī anubhūti kartī haĩ . 11Jaisē phaldāyak vr̥ikṣha apnē śhītaltā key|kī chhāyā mē̃ thōṛē samay kē liē mānav kō śhītaltā kā anubhav karātā hai aur mānav prasann hō jātā hai . 12Aisē paramātm-prāptiyō̃ K|kē phal sampann rūhānī prasannatā vālī ātmā dūsrō̃ kō bhī apnē prāptiyō̃ key|kī chhāyā mē̃ tan-man key|kī śhānti aur śhakti key|kī anubhūti karātī hai . 13Prasannatā K|kē vibration sūrya key|kī kiraṇō̃ samān vāyumaṇḍal kō , vyakti kō aur sab bātē̃ bhulāē sachchē rūhānī śhānti key|kī , khuśhī key|kī anubhūti mē̃ badal dētē haĩ .

4To what extent each child remains happy at every moment.

14Vartamān samay key|kī agyānī ātmāē̃ apnē jīvan mē̃ bahut kharchā karkē bhī prasannatā mē̃ rahnā chāhtī haĩ . 15Āp lōgō̃ nē kyā kharchā kiyā  ?

5Together with that, Baba was also seeing how much you make others happy, because happiness is the only thing visible on the face as a practical form of all Godly attainments.

16Binā paisā kharcha kartē bhī sadā prasann rahtē hō nā  !

6Happiness is the special basis of Brahmin life.

17Vā aurō̃ key|kī madad sē prasann rahtē hō  ? 18Bāpdādā bachchō̃ kā chart check kar rahē thē . 19Kyā dēkhā  ?

7There is the difference of day and night between temporary happiness and the permanent happiness based on the complete and perfect stage.

20Ēk haĩ sadā prasann rahnē vālē aur dūsrē haĩ prasann rahnē vālē . 21‘ sadā ' śhabda nahī̃ hai .

8Temporary happiness is definitely visible for a short time on the faces of those who have temporary attainments.

22Prasannatā bhī tīn prakār key|kī dēkhī - ( 1 ) svayã sē prasann , ( 2 ) dūsrō̃ dvārā prasann , ( 3 ) sēvā dvārā prasann .

9However, spiritual happiness definitely makes you happy, and the vibrations of spiritual happiness also reach other souls. 10Other souls also experience peace and power.

23Agar tīnō̃ mē̃ prasann haĩ tō bāpdādā kō svataḥ hī prasann kiyā hai aur jis ātmā kē ūpar bāp prasann hai vah tō sadā saphaltāmūrt haĩ hī haĩ . 24Bāpdādā nē dēkhā kaī bachchē apnē sē bhī aprasanna rahtē haĩ . 25Chhōṭī-sī bāt K|kē kāraṇ aprasanna rahtē haĩ .

11Just as a tree full of fruit gives people in its cool shade the experience of coolness for a short time, and they become happy, in the same way, souls who are full of the fruit of Godly attainments and spiritual happiness give others the experience of peace and strength of body and mind in the shade of their attainments.

26Pahlā-pahlā pāṭh ‘ maĩ kaun ' iskō jāntē huē bhī bhūl jātē haĩ . 27Jō bāp nē banāyā hai , diyā hai - uskō bhūl jātē haĩ . 28Bāp nē har ēk bachchē kō full varsē kā adhikārī banāyā hai .

12Like the rays of the sun, the vibrations of happiness make you forget the atmosphere, people and everything else, and change everything into an experience of true spiritual peace and happiness.

29Kiskō pūrā , kiskō ādhā varsā nahī̃ diyā hai . 30Kiskō ādhā vā chauthā milā hai kyā  ?

13At the present time, souls without knowledge spend a lot of money in order to remain happy in their lives.

31Ādhā milā hai yā ādhā liyā hai  ?

14What did you people spend?

32Bāp nē tō sabhī kō master sarvśhaktivān kā vardān vā varsā diyā .

15Without spending any money, you always remain happy, do you not?

33Aisē nahī̃ ki kōī śhaktiyā̃ bachchō̃ kō dī̃ aur kōī nahī̃ dī|the . 34Apnē liē nahī̃ rakhī .

16Or, do you remain happy with help from others? 17BapDada was checking the children’s chart.

35Sarvguṇ sampann banāyā hai , sarv prāpti svarūp banāyā hai . 36Lēkin bāp dvārā jō prāptiyā̃ huī haĩ uskō svayã mē̃ samā nahī̃ saktē . 37Jaisē sthūl dhan vā sādhan prāpt hōtē bhī kharcha karnā na āyē vā sādhanō̃ kō use karnā na āyē tō prāpti hōtē bhī ussē vañchit rah jātē haĩ . 38Aisē sab prāptiyā̃ vā khazānē sabkē pās|pass haĩ lēkin kārya mē̃ lagānē key|kī vidhi nahī̃ ātī hai aur samay par use karnā nahī̃ ātā hai .

18What did He see?

39Phir kahtē - maĩ samajhtī thī ki yah karnā chāhiē , yah nahī̃ karnā chāhiē lēkin us samay bhūl gayā . 40Abhī samajhtī hū̃ ki aisā nahī̃ hōnā chāhiē .

19One kind is those who are constantly happy and the other kind are those who are happy: the word “constantly” does not apply to them.

41Us samay ēk second bhī nikal gayā tō saphaltā key|kī mañjal par pahũch nahī̃ saktē kyōṅki samay key|kī gāṛī nikal gaī . 42Chāhē ēk second late|lēṭ kiyā chāhē ēk ghaṇṭā late|lēṭ kiyā - samay nikal tō gayā nā . 43Aur jab samay key|kī gāṛī nikal jātī hai tō phir svayã sē dilśhikasta hō jātē haĩ aur aprasannatā K|kē saṅskār emerge hōtē haĩ - mērā bhāgya hī aisā hai , mērā drama mē̃ part hī aisā hai . 44Pahlē bhī sunāyā thā - sva sē aprasanna rahnē K|kē mukhya dō kāraṇ hōtē haĩ dilśhikasta hōnā aur dūsrā kāraṇ hōtā hai dūsrō̃ key|kī viśhēṣhtā kō vā bhāgya kō vā part kō dēkh īrṣhyā utpanna hōnā .

20Baba saw three types of happiness.

45Himmat kam hōtī hai , īrṣhyā jyādā hōtī hai . 46Dilśhikasta bhī kabhī prasann nahī̃ rah saktā aur īrṣhyā vālā bhī kabhī prasann nahī̃ rah saktā . 47Kyōṅki dōnō̃ hisāb sē aisī ātmāō̃ key|kī ichchhā kabhī pūrṇ nahī̃ hōtī aur ichchhāē̃ - ‘ achchhā ' bannē nahī̃ dētī . 48Isliē prasann nahī̃ rahtē .

211. Happy with the self.

49Prasann rahnē kē liē sadā ēk bāt buddhi mē̃ rakhō ki drama K|kē niyam pramāṇ saṅgamyug par har ēk brāhmaṇ ātmā kō kōī-nakōī viśhēṣhtā milī huī hai . 50Chāhē mālā kā last 16 , 000 vālā dānā hō - uskō bhī kōī-na-kōī viśhēṣhtā milī huī hai . 51Unsē bhī āgē chalō - nau lākh jō gāyē huē haĩ unhē̃ mē̃ bhī kōī-na-kōī viśhēṣhtā milī huī hai . 52Apnī viśhēṣhtā kō pahlē pahchānō .

222. Happiness through others.

53Abhī tō nau lākh tak pahũchē hī nahī̃ haĩ tō brāhmaṇ janm K|kē bhāgya key|kī viśhēṣhtā kō pahchānō . 54Uskō pahchānō aur kārya mē̃ lagāō . 55Sirph dūsrē key|kī viśhēṣhtā kō dēkh karkē dilśhikasta vā īrṣhyā mē̃ nahī̃ āō . 56Lēkin apnī viśhēṣhtā kō kārya mē̃ lagānē sē ēk viśhēṣhtā phir aur viśhēṣhatāō̃ kō lāyēgī .

233. Happy in service.

57Ēk kē āgē bindī lagtī jāyēgī tō kitnē hō jāyēṅgē  ? 58Ēk kō ēk bindī lagāō tō 10 ban jātā aur dūsrī bindī lagāō tō 100 ban jāyēgā .

24If you are happy in all three, you have automatically pleased BapDada, and the souls with whom the Father is pleased are always embodiments of success.

59Tīsrī lagāō tō … , yah hisāb tō ātā hai nā . 60Kārya mē̃ lagānā arthāt baṛhnā .

25BapDada saw that some children remain unhappy with themselves.

61Dūsrō̃ kō nahī̃ dēkhō . 62Apnī viśhēṣhtā kō kārya mē̃ lagāō .

26They remain unhappy because of little things.

63Jaisē dēkhō , bāpdādā sadā ‘ ‘ bhōlī-bhaṇḍārī ' ' ( bhōlī dādī ) kā misāl dētā hai .

27Although they know the first lesson of “Who am I?” they forget it.

64Mahārathiyō̃ kā nām kabhī āyēgā lēkin inkā nām ātā hai .

28They forget what the Father has made them and has given them.

65Jō viśhēṣhtā thī vah kārya mē̃ lagāī . 66Chāhē bhaṇḍārā hī sambhāltī hai lēkin viśhēṣhtā kō kārya mē̃ lagānē sē viśhēṣh ātmāō̃ K|kē misal gāī jātī hai . 67Sabhī madhuban kā varṇan kartē tō dādiyō̃ key|kī bhī bātē̃ sunāyēṅgē tō ‘ bhōlī ' key|kī bhī sunāyēṅgē . 68Bhāṣhaṇ tō nahī̃ kartī lēkin viśhēṣhtā kō kārya mē̃ lagānē sē svayã bhī viśhēṣh ban gaī .

29The Father has given each child a right to the full inheritance.

69Dūsrē bhī viśhēṣh najar sē dēkhtē . 70Tō prasann rahnē kē liē kyā karē̃gē  ? 71- viśhēṣhtā kō kārya mē̃ lagāō .

30He has not given some children the full inheritance and others only half the inheritance.

72Tō vr̥iddhi hō jāyēgī aur jab sarv ā gayā tō sampann hō jāyēṅgē aur prasannatā kā ādhār hai - ’ sampannatā ' . 73Jō sva sē prasann rahtē vah aurō̃ sē bhī prasann rahē̃gē , sēvā sē bhī prasann rahē̃gē . 74Jō bhī sēvā milēgī usmē̃ aurō̃ kō prasann kar sēvā mē̃ number āgē lē lē̃gē . 75Sabsē baṛē-tē-baṛī sēvā āpkī prasannamūrta karēgī .

31Has anyone received only half or a quarter of the inheritance?

76Tō sunā , kyā chart dēkhā  ! 77Achchhā  !

32Have you only been given half or have you only taken half?

78Teachers kō āgē baiṭhnē kā bhāgya milā hai . 79Kyōṅki paṇḍā bankar ātī haĩ tō mēhnat bahut kartī haĩ .

33The Father has given everyone the blessing and inheritance of being a master almighty authority.

80Ēk kō sukhdhām sē bulāyēṅgē tō dūsrē kō viśhāl bhavan sē bulāyēṅgē . 81Exercise achchhī hō jātī hai .

34It isn’t that He has given you children some powers but not given other powers.

82Centre par tō paidal kartī nahī̃ hō .

35He hasn’t kept anything for Himself.

83Jab śhurū mē̃ sēvā ārambh key|kī tō paidal jātī thī nā . 84Āpkī baṛī dādiyā̃ bhī paidal jātī thī̃ .

36He has filled you all with all virtues and made you embodiments of all attainments.

85Sāmān kā thailā hāth mē̃ uṭhāyā aur paidal chalī . 86Ājkal tō āp sab banē - banāyē par āyē hō . 87Tō lucky hō nā . 88Banē-banāyē centre mil gayē haĩ .

37However, you are unable to accommodate in yourself the attainments that you have received from the Father.

89Apnē makān hō gayē haĩ . 90Pahlē tō jamunāghāṭ par rahī thī̃ . 91Ēk hī kamrā - rāt kō sōnē kā , din kō sēvā kā hōtā thā . 92Lēkin khuśhī - khuśhī sē jō tyāg kiyā usī K|kē bhāgya kā phal abhī khā rahī hō .

38Just as while having physical wealth and all facilities, you don’t know how to spend the money or use the facilities, so too while having these attainments, you remain deprived of them.

93Āp phal khānē K|kē time par āī hō . 94Bōyā inhōnnē , khā āp rahī hō . 95Phal khānā tō bahut sahaj hai nā .

39In the same way, you all have all the attainments and treasures, but you don’t know the way to use them.

96Ab aisē phal svarūp quality nikālō . 97Samjhā  ?

40You don’t know how to use them at the right time.

98Kvāṇṭiṭī ( saṅkhyā ) tō hai hī aur yah bhī chāhiē . 99Nau lākh tak jānā hai tō kvāṇṭiṭī aur quality - dōnō̃ chāhiē .

41You then say, “I realise that I should have done that, or I shouldn’t have done that, but I forgot it at that time.

100Lēkin 16 , 000 key|kī pakkī mālā tō taiyār karō .

42I now understand that it should not be like that.”

101Abhī quality key|kī sēvā par viśhēṣh underline karō . 102Her|har group mē̃ teachers bhī ātī , kumāriyā̃ bhī ātī haĩ . 103Lēkin nikaltī nahī̃ haĩ .

43If, at that time, even one second goes by, you won’t be able to reach your destination of success because the train of time will have departed.

104Madhuban achchhā lagtā hai , bāp sē pyār bhī hai . 105Lēkin samarpaṇ hōnā sōchnā hai .

44Even if you were delayed by a second or an hour, the time would have gone.

106Jō svayã offer kartā hai vah nirvighna chaltā hai aur jō kahnē sē chaltā vah rūktā hai phir chaltā haĩ . 107Vah bār-bār āpkō hī kahē̃gē - hamnē tō pahlē hī kahā thā surrender nahī̃ hōnā chāhiē .

45And when the train of time has departed, you become disheartened with yourself and sanskars of unhappiness emerge – “My fortune is like that, such is my part in the drama.”

108Kōī-kōī sōchtī haĩ - issē tō bāhar rahkar sēvā karē̃ tō achchhā hai .

46You were told earlier too that there are two main reasons for being unhappy with the self.

109Lēkin bāhar rah kar sēvā karnā aur tyāg karkē sēvā karnā ismē̃ antar jarūr hai . 110Jō samarpaṇ K|kē mahattva kō jāntē haĩ vah sadā hī apnē kō kaī bātō̃ sē kinārē hō ārām sē ā gayē haĩ , kaī mēhnat sē chhūṭ gayē . 111Tō teachers apnē mahattva kō achchhī rīti jāntī hō nā  ? 112Naukrī aur yah sēvā - dōnō̃ kām karnē vālē achchhē vā ēk kām karnē vālē achchhē  ?

471. Being disheartened.

113Unhō̃ kō phir bhī double part bajānā paṛtā hai . 114Bhal nirbandhan haĩ phir bhī double part tō hai nā . 115Āpkā tō ēk hī part hai .

482. Feeling jealous on seeing the specialities, the fortune and the part of others.

116Pravr̥itti vālō̃ kō tīn part bajānā paṛtā - ēk paṛhāī kā , dūsrā sēvā kā aur sāth-sāth pravr̥itti kō pālnē kā . 117Āp tō sab bātō̃ sē chhūṭ gaī . 118Achchhā  ! 119Sarv sadā prasannatā key|kī viśhēṣhtā sampann śhrēṣhṭh ātmāē̃ , sadā apnī viśhēṣhtā kō pahchān kārya mē̃ lagānē vālī sensible aur ĩsēnsaphul ātmāō̃ kō , sadā prasann rahnē vālē , prasann karnē key|kī śhrēṣhṭhatā vālī mahān ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .

49You then have less courage and have greater feelings of jealousy.

120Āgrā – rājasthān  : 121१ . sadā apnē kō akāltakhtnaśhīn śhrēṣhṭh ātmā samajhtē hō  ? 122Ātmā akāl hai tō uskā takht bhī akāltakht hō gayā nā  ! 123Is takht par baiṭhkar ātmā kitnā kārya kartī hai .

50Neither can those who become disheartened ever remain happy, nor can those who are jealous because, in both cases, the desires of such souls can never be fulfilled.

124‘ takhtnaśhīn ātmā hū̃ ' - is smr̥iti sē svarājya key|kī smr̥iti svataḥ ātī hai . 125Rājā bhī jab takht par baiṭhtā hai tō rājāī naśhā , rājāī khuśhī svataḥ hōtī hai . 126Takhtnaśhīn mānā svarājya adhikārī rājā hū̃ - is smr̥iti sē sabhī karmēndriyā̃ svataḥ hī order par chalē̃gī . 127Jō akāl-takht-naśīn samajh kar chaltē haĩ unkē liē bāp kā bhī diltakhta hai .

51And desires don’t allow you to become good.

128Kyōṅki ātmā samajhnē sē bāp hī yād ātā hai .

52Therefore, you are not able to remain happy.

129Phir na dēh hai , na dēh K|kē sambandh haĩ , na padārtha haĩ , ēk bāp hī saṅsār hai . 130Isliē akāl-takht-naśīn bāp K|kē dil-takht-naśīn bhī bantē haĩ . 131Bāp key|kī dil mē̃ aisē bachchē hī rahtē haĩ jō ‘ ēk bāp dūsrā na kōī ' haĩ . 132Tō double takht hō gayā .

53In order to remain happy, always keep one thing in your intellect: according to the rules of the drama, at the confluence age, each Brahmin soul has definitely been given one speciality or another.

133Jō sikīladhē bachchē hōtē haĩ , pyārē hōtē haĩ unhē̃ sadā gōdī mē̃ biṭhāyēṅgē , ūpar biṭhāyēṅgē nīchē nahī̃ . 134Tō bāp bhī kahtē haĩ takht par baiṭhō , nīchē nahī̃ āō .

54Even if it is the last bead of the rosary of 16,000, that soul has also been given one speciality or another.

135Jiskō takht miltā hai vah dūsrī jagah baiṭhēgā kyā  ? 136Tō akāltakht vā diltakhta kō bhūl dēh key|kī dharnī mē̃ , miṭṭī mē̃ nahī̃ āō .

55Go further than that: even of the 900,000 souls who have been remembered, each one has been given one speciality or another.

137Dēh kō miṭṭī kahtē hō nā .

56First of all, recognize your speciality.

138Miṭṭī , miṭṭī mē̃ mil jāyēgī - aisē kahtē haĩ nā  ! 139Tō dēh mē̃ ānā arthāt miṭṭī mē̃ ānā .

57As yet, you have not even reached 900,000 who have recognized the speciality of the fortune of Brahmin life.

140Jō royal bachchē hōtē haĩ vah kabhī miṭṭī mē̃ nahī̃ khēltē . 141Paramātm-baccē tō sabsē royal huē . 142Tō takht par baiṭhnā achchhā lagtā hai yā thōṛī-thōṛī dil hōtī hai - miṭṭī mē̃ bhī dēkh lē̃ . 143Kaī bachchō̃ key|kī ādat miṭṭī khānē key|kī vā miṭṭī mē̃ khēlnē key|kī hōtī hai .

58Recognize that and use it.

144Tō aisē tō nahī̃ hai nā  ! 14563 janm miṭṭī sē khēlā . 146Ab bāp takhtnaśhīn banā rahē haĩ , tō miṭṭī sē kaisē khēlē̃gē , jō miṭṭī mē̃ khēltā hai vah mailā hōtā hai . 147Tō āp bhī kitnē mailē hō gayē .

59Do not become disheartened or jealous seeing the speciality of others, but use your own speciality, and that one speciality will bring other specialities.

148Ab bāp nē svachchha banā diyā . 149Sadā isī smr̥iti sē samarth banō .

60When a zero continues to be placed after “1”, it becomes so many.

150Śhaktiśhālī kabhī kamzōr nahī̃ hōtē . 151Kamzōr hōnā arthāt māyā key|kī bīmārī ānā . 152Abhī tō sadā tandurūsta hō gayē . 153Ātmā śhaktiśhālī hō gaī .

61Put a zero beside “1” and it becomes 10. Put another zero and it becomes 100. Put a third zero and it becomes a 1000….

154Śharīr kā hisāb-kitāb alag chīz hai lēkin man śhaktiśhālī hō gayā nā . 155Śharīr kamzōr hai , chaltā nahī̃ hai , vah tō antim hai , vah tō hōgā hī lēkin ātmā powerful hō . 156Śharīr kē sāth ātmā kamzōr na hō . 157Tō sadā yād rakhnā ki double takhtnaśhīn sō double tājdhārī bannē vālē haĩ .

62You know this calculation, do you not?

158Achchhā  ! 159२ . sabhī santuṣhṭ hō nā  !

63To use it means to increase it.

160Santuṣhṭ arthāt prasann .

64Do not look at others.

161Sadā prasann rahtē hō yā kabhī-kabhī rahtē hō  ? 162Kabhī aprasanna , kabhī prasann - aisē tō nahī̃ , kabhī kisī bāt sē aprasanna nahī̃ hōtē hō  ? 163Āj yah kar liyā , āj yah hō gayā , kal vah hō gayā - aisē patra tō nahī̃ likhtē hō  ? 164Sadā prasannchit rahnē vālē apnē rūhānī vibration sē aurō̃ kō bhī prasann kartē haĩ .

65Use your speciality.

165Aisē nahī̃ - maĩ tō prasann rahtā hī hū̃ . 166Lēkin prasannatā key|kī śhakti phailēgī jarūr .

66For example, BapDada always gives the example of Bholi Dadi in the bhandara.

167Tō aur kiskō bhī prasann kar sakō - aisē hō yā apnē tak hī prasann ṭhīk hō  ?

67The names of the maharathis may sometimes be mentioned, but her name is always mentioned.

168Dūsrō̃ kō bhī karē̃gē , phir tō abhī kōī patra nahī̃ āyēgā . 169Agar kōī aprasannatā kā patra āyē tō vāpas uskō hī bhējē̃ nā  !

68She uses her speciality. 69Even though she only looks after the bhandara, by using her speciality, she is remembered as a special soul.

170Yah time aur yah tārīkh yād rakhnā . 171Hā̃ , yah patra likhō - ō . K|kē . hū̃ aur sab mērē sē bhī ō . K|kē . haĩ .

70When everyone speaks of Madhuban, they will relate things of the Dadis and also of Bholi Dadi.

172Yah dō line likhō , bas . 173Maĩ bhī ō . K|kē . aur dūsrē bhī mērē sē ō . K|kē . haĩ .

71She doesn’t give lectures, but by using her specialities, she herself has become special.

174Itnā kharcha kyō̃ kartē hō , yah tō dō line kôrḍa par hī ā saktī hai .

72Others also look at her and see her as being special.

175Aur bār-bār bhī nahī̃ likhō .

73So, what will you do to remain happy?

176Nahī̃ tō rōj kôrḍa bhēj dētē haĩ , rōj nahī̃ bhējnā . 177Mās mē̃ dō bār , 15 din mē̃ ēk ‘ ‘ ō . K|kē . ' ' kā kôrḍa likhō , aur kathāē̃ nahī̃ likhnā .

74Use your speciality and it will increase and when you develop all of them, you will become complete; and the basis of happiness is completion.

178Apnī prasannatā sē aurō̃ kō bhī prasann banānā . 179Achchhā  !

75Those who are happy with the self will remain happy with others and with service too.

180Gujarāt group  : sadā apnē kō bāp K|kē sikīladhē samajhtē hō  ? 181Sikīladhē arthāt baṛē sik sē bāp nē hamē̃ ḍhū̃ṛhā hai .

76They will please others with whatever service they are given and they will claim a number ahead.

182Bāp nē baṛē sik va prēm sē āpkō ḍhū̃ṛhā hai .

77The biggest service will be done by your image of happiness.

183Āpnē ḍhū̃ṛhā lēkin milā nahī̃ .

78So, did you hear what chart Baba saw? 79Achcha.

184Parichay hī nahī̃ thā tō milē kaisē  ? 185Lēkin bāp nē āpkō ḍhū̃ṛhā isliē kahtē haĩ - ‘ sikīladhē ' .

80Teachers have the fortune of sitting at the front because you come as guides and work very hard.

186Tō jiskō bāp ḍhū æ ̃ṛhē vah kitnē bhāgyavān hōṅgē  !

81You will call someone from Sukhdham and another one from Vishal Bhawan.

187Duniyā vālē bāp kō ḍhū̃ṛh rahē haĩ aur āp milan manā rahē hō .

82You get very good exercise. 83You don’t go for walks at the centres.

188Kitnē thōṛē hō , bahutō̃ kā part hai hī nahī̃ . 189Thōṛō̃ kā part hai , isliē gāyā huā hai - kōṭō̃ mē̃ kōī .

84When service first began, you (Dadis) used to go everywhere on foot, did you not?

190Akṣhōṇī sēnā nahī̃ gāī huī hai , kōṭō̃ mē̃ kōī gāyā huā hai .

85Your senior Dadis also used to go on foot.

191Tō yah khuśhī vā smr̥iti sadā emerge rahē . 192Her|har kadam mē̃ khuśhī anubhav hō .

86They would carry one piece of baggage and go by foot.

193Alpkāl key|kī prāpti vālō̃ K|kē chēhrē par vah prāpti key|kī rēkhā chamaktī hai .

87Nowadays, all of you have come at a time when everything is ready made.

194Āpkō tō sadākāl key|kī prāpti hai .

88So, you are lucky, are you not?

195Tō chēhrā sadā khuśhī mē̃ dikhāī dē , udās na hō .

89You have got readymade centres. 90The buildings are our own.

196Jō māyā kā dās bantā hai vah udās hōtā hai . 197Āp kaun hō  ?

91Previously, they used to live on the beach of the River Jamuna.

198Māyā K|kē dās hō yā mālik hō  ? 199Māyā kō apnī athārṭī sē bhagānē vālē hō , aisī ātmā kabhī udās nahī̃ hō saktī .

92They just had the one room – their bedroom at night and the service room during the day.

200Kōī phikra hī nahī̃ hai nā . 201Kōī phikra yā chintā hōtī hai tō udās hōtē haĩ .

93However, you are now eating the fruit of the fortune of the renunciation they had with happiness.

202Āpkō kaun-sī chintā hai  ? 203Pāṇḍavō̃ kō chintā hai  ?

94You have come at the time of eating the fruit.

204Kamānē key|kī , parivār kō pālnē kē liē paisē key|kī chintā hai  ?

95They sowed the seeds and you are reaping the fruit.

205Lēkin chintā sē paisā kabhī nahī̃ āyēgā . 206Mēhnat karō , kamāī karō .

96It is very easy to eat fruit, is it not?

207Lēkin chintā sē kabhī kamāī mē̃ saphal nahī̃ hōṅgē .

97Now, let such quality fruit emerge.

208Chintā kō chhōṛkar karmayōgī bankar kām karō , tō jahā̃ yōg hai vahā̃ kārya kuśhal hōgā aur saphaltā hōgī . 209Chintā sē kabhī paisā nahī̃ āyēgā . 210Agar chintā sē kamāyā huā paisā āyēgā bhī tō chintā hī paidā karēgā . 211Jaisā bīj hōgā vaisā hī phal nikalēgā aur khuśhī-khuśhī sē kām karkē kamāī karē̃gē tō vah paisā bhī khuśhī dilāyēgā .

98Do you understand?

212Vah dō rūpayā bhī dō hajār kā kām karēgā aur vah dō lākh dō rūpayē kā kām karēgā .

99The quantity already exists, and that is also needed. 100You want to reach 900,000 and so both quality and quantity are needed.

213Itnā phark haĩ , isliē chintā kyā karē̃gē  ! 214Sachchī dil vālō̃ kō sach key|kī kamāī miltī hai .

101However, at least prepare a strong rosary of 16,000. Now, especially underline doing service of quality souls.

215Bāp bhī dāl-rōṭī jarūr dētē haĩ . 216Sust rahnē vālē kō nahī̃ dēgē .

102In every group there are teachers and also kumaris, but the kumaris don’t emerge (surrender).

217Kām tō karnā hī paṛēgā kyōṅki pichhlē hisāb bhī tō chuktū karnē haĩ . 218Lēkin chintā sē nahī̃ , khuśhī sē .

103They like Madhuban and they also love the Father, but they have to think about it before they surrender themselves.

219Kōī bhī kām karō - yōgyukt hōkar karō . 220Yōgī kā kārya sahaj aur saphal hōtā hai , aisā anubhav hai nā  ! 221Yād mē̃ kōī bhī kām kartē tō thakāvaṭ nahī̃ hōtī . 222Khuśhī-khuśhī sē kartē tō thaktē nahī̃ .

104Those who offer themselves are able to move along without any obstacles, whereas those who move along having been told to do so come to a standstill and then continue to move again.

223Majbūr hōkar kartē tō thak jātē haĩ . 224Bāp nē direction diyā hai - yōg sē hisāb-kitāb chuktū karō .

105They would repeatedly tell you: We had told you in advance that we should not surrender.

225Tō bāp K|kē direction par khuśhī-khuśhī sē vah kām bhī karō , majbūrī sē nahī̃ .

106Some of them think that it is better to stay outside (the centres) and do service.

226Yah tō mālūm hai ki vah bandhan hai lēkin ghaṛī-ghaṛī kahnē sē aur bhī baṛā kaṛā bandhan hō jāyēgā . 227Mātāyē̃ bahut karkē kahtī haĩ - kab tak hamārā bandhan rahēgā  ?

107However, there is definitely a difference between staying outside and doing service and in doing service having renounced everything.

228Yah bhī kyā bandhan ban gayā  ? 229Yah tō mālūm hai ki yah bandhan hai lēkin ab yah sōchō ki yōg sē bandhanmukt kaisē banē̃ - yah bhī jyādā nahī̃ sōchō . 230Sōchnē sē kuchh nahī̃ hōtā hai , karnē sē hōtā hai .

108Those who understand the importance of surrendering have stepped aside from many things, and have come here with ease and been liberated from having to labour in many things.

231Sōchtē-sōchtē mānō usī samay antim ghaṛī ā jāē tō kyā hōgā  ?

109So, teachers, you understand your importance very well, do you not?

232Bandhan hai , bandhan hai yahī sōchtē jāyēṅgē tō kahā̃ jāyēṅgē  ? 233Piñjṛē mē̃ hī jāyēṅgē  !

110Are those who do both tasks – their job and this service – good, or those who only do this service?

234Ant mē̃ agar bandhan yād rahā tō garbh-jēl mē̃ jānā paṛēgā aur khuśhī-khuśhī sē jāyēṅgē tō ēḍavā̃sapārṭī mē̃ sēvā kē liē jāyēṅgē , isliē kabhī bhī apnē sē taṅg nahī̃ hō .

111Those kumaris still have to play a double part. 112Although they are free from bondage, they still have a double part, whereas you only have one part.

235Khuśh rahō . 236Kyā karē̃ , kaisē karē̃ … yah gīt nahī̃ gāō . 237Khuśhī K|kē gīt gāō . 238Pravr̥itti vālē thaktē tō nahī̃ hō nā  !

113Householders have to play three roles – of studying, of service and of sustaining their household.

239Sēvā samajh kar karō , bandhan samajh kar nahī̃ karō .

114You have become free from all things. 115Achcha.

240Centre par bhī ā jāyēṅgē tō vahā̃ bhī sēvā K|kē binā tō nahī̃ rahē̃gē . 241Tō vah bhī sēvā samajh kar karō . 242Apnē man sē nahī̃ bandhō lēkin direction sē pichhlā hisāb-kitāb chuktū kar rahē haĩ . 243Majbūrī sē nahī̃ , pyār sē karō .

116To all the elevated souls who are always full of the speciality of happiness, to the sensible and essence­full souls who always recognize their specialities and use them, to the great souls who always remain happy and have the greatness of making others happy, BapDada’s love, remembrance and namaste.

244Phansō bhī nahī̃ aur majbūr bhī na hō .

117BapDada meeting Agra and Rajasthan groups:

245Hans-hans K|kē kām karō , jaisē khēl kar rahē haĩ . 246Business karō , daphtar kā kām karō lēkin khēl-khēl mē̃ karō .

118Do you always consider yourselves to be the elevated souls seated on the immortal throne?

247Tō khēl mē̃ majā ātā hai nā . 248Khēl mē̃ thaktē nahī̃ haĩ .

119You, the soul, are immortal and so your throne is also immortal, is it not?

249Tō yah bhī ēk khēl kar rahē haĩ - aisī avasthā sadā rahē . 250Sadā yahī yād rakhnā ki hamē̃ svayã bāp nē kōṭō̃ mē̃ sē kōī kō chunā hai . 251Bāp nē ḍhū̃ṛhā aur apnā banā liyā - isī naśhē vā khuśhī mē̃ her|har kārya kartē saphaltāmūrt bantē chalō . 252Yahī smr̥iti vardān rūp ban jāyēgī , śhaktiśhālī banā dēgī .

120The soul carries out so much work while seated on that throne.

253Sadā atīndriya sukh mē̃ rahtē hō  ? 254Atīndriya sukh arthāt ātmik sukh . 255Indriyō̃ kā sukh nahī̃ lēkin ātmik sukh .

121With the awareness that you are a soul seated on the throne, you automatically have the awareness that you have a right to self­sovereignty.

256Ātmā avināśhī hai tō ātmik sukh bhī avināśhī hōgā . 257Indriyā̃ khud hī vināśhī haĩ tō sukh bhī vināśhī hōgā .

122When a king is seated on his throne, he naturally has the intoxication and happiness of his kingdom.

258Kōī bhī vināśhī yānī thōṛē samay kā sukh nahī̃ chāhtē haĩ .

123To be seated on the throne means to be a king who has self­ sovereignty.

259Agar kisī kō bhī kahō - 2 ghaṇṭē kā sukh lē lō aur 22 ghaṇṭē kā duḥkh lē lō|low tō kaun mānēgā .

124With this awareness, all physical organs will automatically follow all orders.

260Yahī sōchēgā ki sadā sukh hō , duḥkh kā nām-niśhān na hō . 261Tō atīndriya sukh avināśhī hai . 262Indriyō̃ K|kē sukh K|kē anubhavī bhī hō aur atīndriya sukh K|kē anubhavī bhī hō .

125The Father’s heart is a heart­throne for those who move along considering themselves to be seated on the immortal throne, because by understanding yourself to be a soul you remember the Father.

263Tō kyā achchhā lagtā hai  ? 264Atīndriya sukh achchhā yā indriyō̃ kā sukh achchhā  ?

126Then, there is neither the body, nor bodily relations nor material things.

265Tō achchhī chīz kā kabhī chhōṛā nahī̃ jātā , bhūlā nahī̃ jātā , bhūlnā chāhē̃ tō bhī nahī̃ bhūlē̃gē . 266Tō sadā atīndriya sukh mē̃ rahnē vālō̃ kē pās duḥkh kā nām-niśhān nahī̃ ā saktā , asambhav . 267Kaī kahtē haĩ - mērē kō duḥkh nahī̃ hōtā lēkin dūsrā duḥkh dētā hai tō kyā karē̃  ? 268Dūsrā dētā hai tō lētē kyō̃ hō  ?

127The one Father is your world.

269Kōī bhī chīz āpkō dē aur āp nahī̃ lō|low tō vah kiskē pās|pass rahēgī  ? 270Uskē pās|pass hī rahēgī nā .

128Therefore, those who are seated on the immortal throne are seated on the Father’s heart­throne.

271Dēnē vālē tō dēgē , unkē pās|pass hai hī duḥkh lēkin āp nahī̃ lō|low . 272Āpkā slōgan hai - ‘ sukh dō , sukh lō|low .

129Only the children who belong to the one Father and none other remain in the Father’s heart.

273Na duḥkh dō , na duḥkh lō .

130So, you have a double throne.

274' lēkin galatī|galtī kar dētē hō . 275Isliē thōṛī duḥkh key|kī lahar ā jātī hai . 276Kōī duḥkh dē tō usē bhī parivartan kar uskō sukh dē dō , uskō bhī sukhī banā dō .

131Beloved, long lost and now found children are always made to sit in the lap; they are made to sit high, not on the floor.

277Sukhdātā K|kē bachchē hō , sukh dēnā aur sukhī rahnā - yahī āpkā kām hai . 278Achchhā  !

132So, the Father too says: Sit on the throne, do not get down from it.

279Ahamadābād hostel key|kī kumāriyō̃ sē  : kumāriyō̃ kā lakṣhya kyā hai  ?

133Would those who are given a throne sit anywhere else?

280Brahmākumārī banē̃gī yā engineer , doctor banē̃gī  ? 281Ṭōkrī uṭhānī hai yā tāj pahannā hai  ?

134So, do not forget the immortal throne or the heart­throne and come into the earth of the body, into the dirt of the body.

282Sir par yā tō āyēgī ṭōkrī yā āyēgā tāj .

135The body is said to be of dust, is it not?

283Tāj hai viśv-sēvā vā bēhad sēvā kā .

136You say: Dust turns to dust, do you not?

284Tō jō college mē̃ paṛhtī haĩ unhō̃ kā lakṣhya kyā hai  ?

137So, to come into the body means to come into the consciousness of dust.

285Bēhad key|kī sēvā karē̃gī yā dūsrō̃ kō dēkh karkē dil hōgī ki ēk-dō sāl naukrī bhī karkē dēkhē̃ , pīchhē chhōṛ dēgē . 286Naukrī kyā hōtī hai , thōṛā yah bhī dēkh lē̃ . 287Phir ṭōkrī utār dēgē , tāj pahan lē̃gē - aisā tō nahī̃ sōchtī hō  ? 288Tājdhārī tō sadā śhrēṣhṭh hōtē haĩ , ṭōkrī vālē kō śhrēṣhṭh nahī̃ kahē̃gē .

138Royal children never play in the dirt.

289Vah tō majbūrī sē ṭōkrī uṭhātē haĩ .

139Godly children are the most royal of all.

290Kōī naukrī kartē haĩ tō jarūr kōī majbūrī hōgī - yā tō man key|kī majbūrī yā sambandhiyō̃ key|kī majbūrī .

140So, do you enjoy sitting on the throne or do you have a slight desire to sit in the dirt?

291Yā tō mauj hai yā tō majbūrī hai - dōnō̃ mē̃ sē ēk tō hai .

141Some children have a habit of eating dirt and playing with dirt.

292Kyōṅki samay cum|kam hai aur samay achānak hī ānā hai , batākar nahī̃ āyēgā . 293Isliē kahtē haĩ - jō karnā hai vah ab karō , kal nahī̃ , parsō̃ nahī̃ , sāl kē bād nahī̃ . 294Karnā hai tō ab . 295Hā̃ , kōī circumstance hai aur jō nimitt banē huē haĩ , unhō̃ K|kē direction sē kartē haĩ tō phir āpkī jimmēvārī nahī̃ .

142So, you are not like that, are you?

296Tō kumāriyā̃ kyā sōchtī hō  ? 297Hostel mē̃ kyō̃ rahtī hō  ?

143You have played with dirt for 63 births.

298Ghar mē̃ bhī tō paṛhāī paṛh saktī hō , centre mē̃ bhī ā saktī hō , phir hostel mē̃ kyō̃ rahtī hō  ?

144The Father is now making you sit on the throne, and so how can you play with dirt?

299Mā̃-bāp yād nahī̃ ātē  ? 300Kabhī-kabhī yād ātē haĩ .

145Those who play with dirt become dirty.

301Jab baṛā din hōtā hōgā tab yād ātē hōṅgē . 302Achchhā  !

146So, you too have become so dirty.

303Bīmārī K|kē time par mā̃-bāp yād ātē haĩ  ?

147The Father has now cleansed you.

304Pakkī hō  ? 305Apnē dil sē gaī hō , kōī K|kē kahnē sē tō nahī̃ gaī hō nā .

148With this awareness, always remain powerful.

306Achchhā hai yah bhī drama mē̃ lucky kumāriyā̃ hō gaī jō bachpan sē śhrēṣhṭh saṅg milā hai . 307Phir bhī himmat rakhī hai tō himmat vālō̃ kō phal bhī miltā hai . 308Mātāyē̃ bhī kumāriyō̃ kō dēkhkar khuśh hōtī haĩ nā  ! 309Mātāyē̃ sōchtī haĩ - ham bhī itnē jīvan mē̃ ātē tō achchhā hōtā .

149Those who are powerful never become weak.

310Lēkin sabkā ēk jaisā part tō hō nahī̃ saktā . 311Variety chāhiē .

150To become weak means to have an illness of Maya.

312Sarv kā pitā hai tō kumār bhī chāhiē , kumāriyā̃ bhī chāhiē , adharakumār-adharakumāriyā̃ bhī chāhiē - sarv sample chāhiē . 313Pāṇḍav yah tō nahī̃ sōchtē ki agar kumārī hōtē tō teacher ban jātē , centre mil jātā . 314Har ēk K|kē part key|kī apnī-apnī viśhēṣhtā hai , har ēk key|kī viśhēṣhtā alag aur mahān hai . 315Ēk-dō K|kē part kō dēkhkar khuśh rahō .

151You have now become healthy for all time.

316Apnē part kō cum|kam nahī̃ samjhō .

152The soul has become powerful.

317Sabkā part acchē-tē-acchā hai . 318Achchhā  ! 319Pañjāb group  : sadā apnē kō saṅgamyugī bēparvāh bādśhāh hū̃ - aisē samajhtē hō  ?

153Karmic accounts of the body are a different matter, but the mind has become powerful, has it not?

320Purānī duniyā key|kī kōī parvāh nahī̃ . 321Sadā dil mē̃ brahmā bābā samān kyā gīt gātē hō  ? 322Parvāh thī pār brahm mē̃ rahnē vālē key|kī , vah tō pā liyā , abhī kyā parvāh  !

154The body is weak and doesn’t function – that is the last body and that will happen anyway – but the soul should be powerful.

323Tō bēparvāh bādśhāh hō , gulām nahī̃ .

155The soul should not become weak when the body is weak.

324Is bādśhāhī jaisī aur kōī bādśhāhī nahī̃ . 325Kyōṅki yah bādśhāhī direct bāp nē dī hai .

156So, always remember that you are those who are going to be seated on the double throne and have a double crown.

326Aur jō bhī bādśhāhī miltī hai vah yā tō dhan dān karnē sē miltī hai yā ājkal K|kē vōṭō̃ sē miltī hai aur āpkō svayã bāp nē rājtilak dē diyā . 327Is rājtilak kē āgē satyug kā rājtilak bhī kōī baṛī bāt nahī̃ . 328Tō yah rājtilak pakkā lagā huā hai yā miṭ jātā hai  ? 329Abhī-abhī rājā aur abhī-abhī gulām - aisā khēl tō nahī̃ kartē hō  ?

157Achcha.

330Bēparvāh bādśhāh - yah kitnī achchhī sthiti hai  !

158All of you are content, are you not?

331Jab sab-kuchh bāp K|kē havālē kar diyā tō parvāh kiskō hōgī - bāp kō yā āpkō  ? 332Bāp jānē . 333Jab apnē jīvan key|kī jimmēvārī bāp K|kē havālē kī hai tō bāp jānē . 334Aisē tō nahī̃ - thōṛā-thōṛā kahī̃ apnī authority kō chhipākar rakhā hō , manmat kō chhipākar rakhā hō .

159To be content means to be happy.

335Agar śhrīmat par haĩ tō bāp K|kē havālē haĩ . 336Sachchī dil sē bāp K|kē havālē sab-kuchh kar diyā tō uskī niśhānī sadā double light hōṅgē , kōī bōjh nahī̃ hōgā . 337Agar kisī bhī prakār kā bōjh hai tō issē siddha hai ki bāp K|kē havālē nahī̃ kiyā . 338Jab bāp offer kartā hai ki sab bōjh mērē kō dē dō aur tum halkē hō jāō , tō kyā karnā chāhiē  ?

160Do you always remain happy or only sometimes?

339Aisā servant phir nahī̃ milēgā . 340Anēk janm bōjh rakhkar dēkh liyā , bōjh sē kyā huā  ?

161You are not happy sometimes and unhappy sometimes, are you?

341Nīchē hī hōtē gayē . 342Ab double light ban uṛtē rahō .

162You never become unhappy with some situations, do you?

343Tan-man-dhan sab ṭrā̃sphar kar dō .

163“Today, I did this. 164Today, this happened.

344Kōī kahtē haĩ - aur kōī bōjh nahī̃ hai lēkin thōṛā-thōṛā sambandh kā bōjh hai .

165Yesterday, that happened” – you don’t write letters like those, do you?

345Tō sarv sambandh bāp sē nahī̃ jōṛā hai tab bōjh hai . 346Vāydā hai sarv sambandh ēk bāp sē .

166Those who always remain happy also make others happy with their spiritual vibrations.

347Tō kōī bōjh nahī̃ . 348Ārām sē dāl-rōṭī khāō aur uṛtī kalā mē̃ uṛō .

167Do not think: I always remain happy anyway.

349Kahā̃ bhī rahtē bāp kō bhōg lagā kar khātē hō tō brahmā bhōjan khātē hō .

168However, the power of happiness will definitely spread.

350Brahmā bhōjan khāō , khūb nāchō aur mauj manāō . 351Abhī mauj mē̃ nahī̃ rahē̃gē tō kab rahē̃gē  !

169Are you happy to the extent that you are able to make others happy too?

352Achchhā  ! 353Bômbē group  : sabhī apnē purūṣhārth key|kī raphtār kō jāntē hō  ?

170Or, are you happy by only being happy with yourself?

354Maĩ kaun hū̃ aur kyā hū̃ - yah dōnō̃ hī bātē̃ jāntē hō nā  !

171If you also make others happy, there won’t be any such letters received.

355Tō samay key|kī raphtār pramāṇ apnē purūṣhārth key|kī raphtār kyā samajhtē hō  ? 356Samay key|kī raphtār tīvr hai yā āpkī  ?

172If someone sends a letter of unhappiness, send it back to that person.

357Samay rachnā hai aur āp rachtā hō .

173Remember this time and this date.

358Tō rachnā key|kī raphtār tēj aur rachtā key|kī raphtār ḍhīlī hai tō usē kyā kahē̃gē  ?

174Yes, write this letter: I am OK and others are also OK with me.

359Samay kō jānnē vālē bhī āp hō aur samay kō jān kar varṇan bhī āp hī kar rahē hō .

175Just write these two lines, that’s all: I am OK and others are also OK with me.

360Vah tō chaltā rahēgā . 361Āp tō varṇan kartē hō ki abhī kaliyug kō badal kar satyug lāyēṅgē , tō chalānē vālā ḍhīlā aur chalnē vālā tēj  ! 362Tō sadā is smr̥iti mē̃ rahō ki ‘ maĩ master rachayitā hū̃ ' , issē raphtār tēj hō jāyēgī . 363Chal rahē haĩ , samay jaisā hai vaisā kar rahē haĩ - aisē nahī̃ .

176Why do you spend so much money?

364Yah tō samay K|kē dās kahē̃gē . 365Āp kahē̃gē - ham samay kō chalā rahē haĩ .

177These two lines can also be written on a card, so do not repeatedly write letters.

366Samay kō badalnē kē nimitt āp hō nā , yah ṭhēkā uṭhāyā hai nā  ?

178Some send cards every day. 179Do not send cards every day.

367Tō purūṣhārth mē̃ tīvragati kā ādhār kyā hai  ? 368Double light bannā .

180You can send a card with OK once a month or every fortnight.

369Binā double light banē tīvragati nahī̃ hō saktī aur double light bannē kē liē ēk śhabda yād rakhō - ‘ ‘ mērā bābā ' ' , bas . 370Kōī bhī bāt ā jāē , himālay pahāṛ sē bhī baṛī hō lēkin bābā kahā aur pahāṛ rūī ban jāyēgā . 371Rāī bhī nahī̃ , rūī . 372Rāī bhī thōṛī majbūt kaṛak hōtī hai aur rūī bahut narm aur halkī hōtī hai .

181Do not write long stories.

373Tō kitnā bhī baṛā pahāṛ rūī ban jāyēgā .

182Now, make others happy with your happiness.

374Duniyā vālē dēkhē̃gē tō kahē̃gē - yah kaisē hōgā aur āp kahē̃gē - yah aisē hōgā . 375Buddhi mē̃ ‘ ‘ bābā ' ' kahā aur touch hōgā ki yah aisē hōgā . 376Her|har bāt sahaj lagēgī , kyōṅki sahaj yōgī jīvan hai . 377Jiskī jīvan hī sahaj hai uskē sāmnē kōī bhī bāt āyēgī tō sahaj hō jāyēgā .

183Achcha.

378Muśhkil K|kē din khatm hō gayē . 379Na brāhmaṇ-jīvan mē̃ muśhkil śhabda hai , na dēvatā-jīvan mē̃ .

184Blessing: May you be accurate and powerful and clarify all the secrets of knowledge using a few words.

380Isliē bāp key|kī mahimā mē̃ kahtē hō - muśhkil kō sahaj banānē vālē , tō jō bāp key|kī mahimā vah āpkī bhī mahimā hai . 381Achchhā  ! 382Dhuliyā vālē abhī-abhī pahũchē haĩ .

185The more powerful something is, the less its quantity. 186In the same way, when you become stable in your stage of being beyond sound before you come into sound, your words will be few and they will be accurate and powerful.

383 ( bas kharāb hō gaī thī isliē lēṭ āyē haĩ ) achchhā  ! 384Dhuliyā vālō̃ K|kē pāp dhul gayē . 385Jitnā samay late|lēṭ huē utnā samay bābā-bābā hī yād thā nā  !

187One word will be filled with the significance of a thousand words and through that, wasteful words will automatically end.

386Tō pāp dhul gayē , jō bhī pichhlā rahā hōgā vah dhul gayā . 387Āp tō khuśh thē .

188With one word you will be able to clarify all the secrets of knowledge and all expansion will end.

388Duḥkh key|kī lahar tō nahī̃ I|āī|eye  ? 389Aisē time par achal rahē , isliē pāp dhulāī hō gayē .

189Slogan: To say Baba from your heart means to attain happiness and power.

390Abhī sadā hī mauj mē̃ chaltē uṛtē rahē̃gē . 391Achchhā  !

190* * * O MS H A N T I * * *