बुधवार 13 दिसंबर 1989 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 113-12-89 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 13-12-89 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2Divya brāhmaṇ janm K|kē bhāgya key|kī rēkhāē̃

1The lines of fortune of the divine Brahmin birth.

3Avyakt bāpdādā apnē bachchō̃ prati bōlē 4Āj viśhva rachayitā bāpdādā apnē viśhva key|kī sarv manuṣy-ātmāō̃ rūpī bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .

2Today, BapDada, the Creator of the World, is seeing all His children of the world in the form of human souls.

5Sarv ātmāō̃ mē̃ arthāt sarv bachchō̃ mē̃ dō prakār K|kē bachchē haĩ .

3Among all the souls, that is, among all the children, there are two types of children.

6Ēk haĩ bāp kō pahchānnē vālē aur dūsrē haĩ pukārnē vālē vā parakhnē K|kē prayatna karnē vālē . 7Lēkin haĩ sabhī bachchē .

4One type are those who recognise the Father and the others are those who call out to Him and are trying to recognise Him.

8Tō āj dōnō̃ prakār K|kē bachchō̃ kō dēkh rahē thē . 9Sarv bachchō̃ mē̃ sē pahchānnē vālē vā prāpt karnē vālē bachchē bahut thōṛē haĩ aur pahchān karnē K|kē prayatna vālē anēk haĩ . 10Pahchānnē vālē bachchō̃ K|kē mastak par śhrēṣhṭh bhāgya key|kī lakīr chamak rahī hai . 11Sabsē śhrēṣhṭh bhāgya key|kī lakīr hai - bāp dvārā divya brāhmaṇ janm key|kī .

5However, all are His children.

12Divya janm key|kī rēkhā ati śhrēṣhṭh chamak rahī hai . 13Pukārnē vālē bachchē añjānē bhī māntē yahī haĩ ki bhagvān nē hamē̃ rachā hai lēkin añjān hōnē kāraṇ divya janm key|kī anubhūti nahī̃ kar saktē . 14Āp bhī kahtē hō - hamē̃ bāpdādā nē divya janm diyā , vah bhī kahtē - bhagvān nē rachā , bhagvān hī rachtā hai , bhagvān hī pālanhār hai . 15Lēkin dōnō̃ K|kē kahnē mē̃ kitnā antar hai  !

6So, today, Baba is seeing both types of children.

16Āp anubhav sē , naśhē sē , knowledge sē kahtē hō ki hamkō bāpdādā , māt-pitā nē rachā arthāt brāhmaṇ janm diyā .

7Out of all the children, there are very few who recognise and meet Baba, whereas there are many who are trying to recognise Him.

17Rachtā kō , janm kō , janmapatrī kō , divya janm key|kī vidhi aur siddhi - sabkō jāntē hō .

8A line of elevated fortune is shining on the forehead of the children who recognise Baba.

18Har ēk kō apnā divya janm kā birth-day yād hai nā  ?

9The most elevated line of fortune is the divine Brahmin birth received from the Father.

19Is divya janm key|kī viśhēṣhtā kaun-sī hai  ?

10The line of the divine birth is sparkling very brightly.

20Sādhāraṇ janmadhārī ātmāē̃ apnā birth-day alag manātī̃ , phraiḍs-ḍē alag manātī̃ , paḍhāī kā din alag manātī̃ aur āp kyā kahē̃gē  ?

11The children who call out, unknowingly believe that God has created them, but, because they do not know Him, they are unable to experience the divine birth.

21Āpkā birth-day bhī vahī hai tō mairēj-ḍē , paṛhāī kā din bhī vahī hai .

12You say that BapDada has given you your divine birth, and they too say that God created them.

22Madar-ḍē kahō , phādar-ḍē kahō , engagement - ḍē|day kahō - sab ēk hī hai .

13God is the Creator and God is the one who is the Sustainer.

23Aisā divya janm kab sunā  ? 24Sārē kalp mē̃ aisā din āp ātmāō̃ kā phir kabhī bhī nahī̃ ātā .

14However, there is so much difference in what they say and what you say.

25Satyug mē̃ bhī birth-day aur mairēj-ḍē ēk hī nahī̃ hōgā . 26Lēkin is saṅgamyug K|kē is mahān janm key|kī yah viśhēṣhtā bhī hai aur vichitratā bhī hai .

15You say from experience, intoxication and knowledge that BapDada, that is, the Mother and Father created you, that is, He gave you your Brahmin birth.

27Vaisē tō jis din brāhmaṇ banē vahī janmadin , vahī mairēj-din hai .

16You know the Creator, your birth, your horoscope, the method and the success of your divine birth.

28Kyōṅki sabhī yahī vāydā kartē hō - ‘ ēk bāp dūsrā na kōī ' .

17Each one of you remembers the day of your divine birthday, do you not?

29Yah dr̥iṛh saṅkalp pahlē hī kartē hō nā .

18What is the speciality of this divine birth?

30Tumhī̃ sē khāū̃ , tumhī̃ sē baiṭhū̃ , tumhī̃ sē sarv sambandh nibhāū̃ - yah sabnē vāydā kiyā nā .

19The souls with an ordinary birth celebrate their birthday, their education days and their friends' days separately. 20What would you say?

31Pāṇḍavō̃ nē , mātāō̃ nē , kumāriyō̃ nē sabhī nē vāydā kiyā hai .

21For you, your birthday, marriage day, and days of education are the same.

32Tō aur kahā̃ svapn mē̃ bhī man nahī̃ jā saktā . 33Aisē pakkē hō nā vā kōī sāthī chāhiē  ? 34Sēvā kē liē kōī viśhēṣh sāthī chāhiē  ?

22Whether you call it Mother's Day, Father's day, the engagement day, or whatever you wish to call it, it is the same day.

35Tō sāthī-divas kiskā manāyēṅgē  ?

23Have you ever heard of such a divine birth?

36Sēvādhārī sāthī kā vā bāp sāthī hai uskā divas manāyēṅgē  ?

24Throughout the entire cycle, you souls never have another day like this.

37Chāhē service karnē vālē haĩ , chāhē service lēnē vālē haĩ lēkin sēvā K|kē samay sēvā key|kī , phir itnē nyārē aur pyārē banō jō jarā bhī viśhēṣh jhukāv nahī̃ hō .

25In satyug too, you will not have the same marriage (wedding) day and birthday, but, at this confluence age, this is the speciality and the uniqueness of this great birth.

38Jō sēvā mē̃ madad karēgā vah viśhēṣh hōgā nā  ! 39Chāhē bhāī hō vā bahan hō , jō viśhēṣh sēvā kartā vah viśhēṣh adhikār bhī rakhēgā  !

26In fact, the day that you became a Brahmin is your birthday and also your marriage day because all of you make the promise: Mine is one Baba and none other.

40Tō sēvā K|kē sākṣhī banō lēkin sākṣhī hō K|kē sāthī banō .

27This is the determined thought you have from the start, is it not?

41Sākṣhīpan bhūl jātā hai tō sirph sāthī bannē mē̃ bāp bhūl jātā hai . 42Sākṣhī ban part bajānē key|kī practice karō .

28I eat only with You, I sit with You, I fulfil all relationships with You: this is the promise that all of you made, is it not?

43Her|har bachchē K|kē mastak par viśhēṣh 4 bhāgya key|kī lakīrē̃ chamaktī haĩ .

29The Pandavas, the mothers, the kumaris, have also made this promise, have you not?

44 ( 1 ) divya janm key|kī rēkhā , ( 2 ) paramātm-pālnā key|kī rēkhā , ( 3 ) paramātma paṛhāī kī rēkhā aur ( 4 ) niḥsvārth sēvā key|kī rēkhā . 45Sabhī K|kē mastak mē̃ chārō̃ hī bhāgya key|kī rēkhāē̃ chamak rahī haĩ . 46Lēkin chamak mē̃ aur sadā ēkras vr̥iddhi kō prāpt karnē mē̃ phark hōnē kāraṇ chamak mē̃ antar dikhāī dētā hai . 47Ādi sē ab tak chārō̃ hī rēkhāē̃ sadā yathārth rūp sē chaltī rahē̃ , vah bahut thōṛō̃ kī haĩ .

30So your mind cannot go anywhere else even in your dreams.

48Bīch-bīch mē̃ kōī-na-kōī bāt mē̃ bhāgya key|kī lakīr yā tō khaṇḍit hōtī hai vā chamak kam hōtī hai , spaṣhṭ nahī̃ hōtī . 49Jaisē hast-rēkhāē̃ bhī dēkhtē haĩ nā - kōī key|kī khaṇḍit hōtī , kōī key|kī ēkras hōtī haĩ , kōī key|kī spaṣhṭ hōtī haĩ , kōī key|kī spaṣhṭ nahī̃ hōtī . 50Bāpdādā bhī bachchō̃ K|kē bhāgya key|kī rēkhā kō dēkhtē rahtē haĩ . 51Divya janm tō sabhī nē liyā lēkin divya janm key|kī rēkhā khaṇḍit hōtī vā spaṣhṭ nahī̃ hōtī .

31Are you firm to this extent?

52Kyōṅki apnē janm K|kē dharm mē̃ akhaṇḍ nahī̃ chaltā tō unkē bhāgya key|kī lakīr khaṇḍit hōtī . 53Dharm kyā hai , karma kyā hai - uskō tō jāntē hō nā . 54Aisē hī paramātm-pālnā mē̃ tō sabhī brāhmaṇ chal rahē hō . 55Chāhē samārpit hō , chāhē pravr̥itti mē̃ hō lēkin bāp K|kē direction sē chal rahē hō .

32Or, do you need a companion?

56Pravr̥itti vālē kyā kahē̃gē  ?

33Do you need a special companion for service?

57Apnā kamāyā huā khātē hō vā bāp kā khātē hō  ?

34So, for whom would you celebrate the day of companionship?

58Bāp kā khātē haĩ nā . 59Kyōṅki apnā sab-kuchh bāp kō dē diyā tō bāp kā hī huā nā  !

35Will you celebrate the day of companionship of a serviceable companion or of the Father being your Companion?

60Chāhē kamātē bhī hō lēkin kamāyā huā dhan bāp K|kē havālē kartē hō yā apnē kām mē̃ lagātē hō  ? 61Trustee hō nā  ? 62Trustee kā apnā kuchh nahī̃ rahtā . 63Gr̥ihasthī mē̃ apanā-pan hōtā hai , trustee arthāt sab bāp kā hai .

36Whether someone gives service or takes service, at the time of service, do that service and then become so detached and loving that there is not the slightest feeling of obligation.

64Apnē hāth sē khānā banātē hō tō bhī samajhtē hō nā - brahmā bhōjan khā rahē haĩ .

37Those who help you in service, whether a brother or a sister, would be special, would they not?

65Pahlē bhōg kiskō lagātē hō  ? 66Bāp kō arpaṇ kartē hō nā  ?

38Those who do special service would have a special right too.

67Arpaṇ karnā arthāt bāp kā khānā . 68Brahmā bhōjan khātē hō .

39So, be service companions, but be companions in the stage of being observers.

69Chāhē bachchō̃ K|kē arth|earth bhī lagātē hō vah bhī direction anusār lagātē hō .

40When you forget the stage of being an observer (and become companions), you forget the Father.

70Jaisē samārpit bahanē̃ vā bhāī bhinn-bhinn kārya mē̃ tan-man bhī lagātē tō dhan bhī lagātē haĩ . 71Aisē pravr̥itti mē̃ rahnē vālē bhī chāhē tan lagātē chāhē dhan lagātē - bāp key|kī śhrīmat pramāṇ hī amānat samajh kārya mē̃ lagātē hō - aisē kartē hō nā  ? 72Amānat mē̃ khyānat athavā manmat tō nahī̃ milātē hō nā . 73Tō paramātm-pālnā sab brāhmaṇ ātmāō̃ kō mil rahī hai .

41Practise playing your part as an observer.

74Pālnā kī jātī hai śhaktiśhālī banānē kē liē . 75Mātā key|kī pālnā kā pratyakṣha rūp kyā hōtā  ?

42There are 4 special lines of fortune sparkling on the forehead of each child.

76Bachchā śhaktiśhālī bantā hai .

43First is the line of divine birth.

77Tō brahmā-mā̃ key|kī pālnā dvārā sabhī master sarvśhaktivān banē hō .

44Second is the line of sustenance from God.

78Lēkin kōī bachchē sadā śhaktiyō̃ kō kārya mē̃ lagātē aur kōī bachchē prāpt śhaktiyō̃ kō arthāt pālnā kō kārya mē̃ nahī̃ lagātē arthāt pālnā kō practical mē̃ nahī̃ lātē . 79Isliē śhrēṣhṭh pālnā miltē huē bhī kamzōr rah jātē haĩ aur bhāgya key|kī lakīr khaṇḍit hō jātī hai . 80Aisē hī paṛhāī kī lakīr - paṛhāī kā aim object hī hai śhrēṣhṭh pad kō prāpt karnā . 81Śhikṣhak bāp paṛhāī sabkō ēk hī paṛhātā , ēk hī samay par paṛhātā .

45Third is the line of Godly study.

82Lēkin jō śhrēṣhṭh brāhmaṇ-jīvan kā vā paṛhāī kā pad athavā naśhā hai vah sabkō ēk jaisā nahī̃ rahtā . 83Phariśhtā sō dēvtā sṭēṭas kō sadā smr̥iti mē̃ nahī̃ rakhtē , isliē bhāgya key|kī lakīr mē̃ antar paṛ jātā hai . 84Aisē hī sēvā key|kī lakīr - sēvā key|kī viśhēṣhtā hai jō brahmā bāp nē sākār rūp mē̃ antim vardān rūp mē̃ smr̥iti dilāī - ‘ nirākārī , nirvikārī aur niraahaṅkārī ' . 85Nirākārī sthiti mē̃ sthit hōnē K|kē binā kisī bhī ātmā kō sēvā kā phal nahī̃ dē saktē .

46Fourth is the line of selfless service.

86Kyōṅki ātmā kā tīr ātmā kō lagtā hai . 87Svayã sadā is sthiti mē̃ sthit nahī̃ haĩ tō jinkī sēvā kartē vah bhī sadā smr̥itisvarūp nahī̃ ban saktē .

47Although all 4 lines of fortune are sparkling on each one's forehead, a difference is visible in the sparkle because of the differences in their sparkle and in the lines being extended steadily.

88Aisē hī nirvikārī - kōī bhī vikār kā aṅśh anya ātmā K|kē śhūdra vanśh kō parivartan kar brāhmaṇ vãnśhī nahī̃ banā saktā .

48There are very few who have been experiencing a steady increase in all 4 lines from the beginning up until now.

89Us ātmā kō bhī mēhnat karnī paṛtī hai . 90Isliē muhabbat kā phal sadā anubhav nahī̃ kar saktē .

49In between, the line of fortune in some aspects has broken or the sparkle has either decreased or become unclear.

91Niraahaṅkārī sēvā kā arth|earth hī hai phalsvarūp ban jhuknā . 92Binā nirmān K|kē nirmāṇ arthāt sēvā mē̃ saphaltā nahī̃ mil saktī . 93Tō nirākārī , nirvikārī , niraahaṅkārī - in tīnō̃ vardānō̃ kō sadā sēvā mē̃ practical mē̃ lānā .

50When they look at the lines on a hand, they see that the lines on some people’s hands are broken, some are constant, some are clear and some are not so clear. 51So BapDada also continues to look at the children's line of fortune.

94Iskō kahtē haĩ - akhaṇḍ bhāgya key|kī rēkhā . 95Ab chārō̃ hī bhāgya key|kī rēkhāō̃ kō check karō ki akhaṇḍ haĩ yā khaṇḍit haĩ , spaṣhṭ haĩ yā aspaṣṭa haĩ  ?

52Everyone has taken a divine birth, but the line of the divine birth of some is broken or not clear because they do not constantly follow the religion and action of the birth.

96Kōṭō mē̃ tō ban gayē haĩ lēkin bannā hai kōī mē̃ bhī kōī . 97Jō kōī mē̃ kōī hōgā vahī ab sarv kā mānanīy aur bhaviṣhya mē̃ pūjanīy bantā hai . 98Jō akhaṇḍ bhāgya K|kē lakīravān haĩ uskī niśhānī hai - vah ab bhī sarv brāhmaṇ-parivār kā pyārā hōgā . 99Mānanīy hōnē K|kē kāraṇ sarv key|kī duāyē̃ , śhrēṣhṭh ātmāō̃ K|kē bhāgya key|kī lakīr kō chamkātī rahtī .

53What is your dharma?

100Tō apnē āpsē pūchhō - maĩ kaun  ?

54What is your karma?

101Tō sunā , āj kyā dēkhā  !

55You know this, do you not?

102Duniyā vālē kahtē haĩ pālanhār hai , janmadātā hai .

56All you Brahmins are moving forward with sustenance from God.

103Lēkin janmadātā kā parichay hī nahī̃ hai . 104Aur āp naśhē sē kah saktē hō ki janmadātā paramātmā kaisē haĩ , pālanhār paramātmā kaisē haĩ  !

57Whether you are surrendered or whether you live in a household, you are moving along according to the Father’s directions.

105Brahmā-mā̃ key|kī pālnā bhī mil rahī hai aur bāp key|kī śhrēṣhṭh mat par yōgya ātmāē̃ ban gayē .

58What would the householders say? 59Do you eat what you have earned or do you eat from that which belongs to the Father?

106Bāp bachchē kō yōgya banātā hai aur mā̃ śhaktiśhālī banātī hai . 107Dōnō̃ anubhav haĩ nā  ! 108Achchhā  ! 109Gītā pāṭhśhālā vālē jyādā āyē haĩ .

60You eat from what is the Father’s because you have given everything you have to the Father, and it belongs to Him, does it not?

110Gītā pāṭhśhālā vālē kaun huē  ? 111Gītā kā gyān sunnē vālē ‘ ‘ hē arjun ' ' haĩ . 112‘ ‘ arjun ' ' samajhkar gītā-jñān suntē hō yā ‘ ‘ arjun ' ' dūsrā hai .

61Even if you are earning, do you hand over the income you have earned to the Father or do you use it for yourself? 62You are a trustee, are you not?

113‘ ‘ maĩ arjun hū̃ ' ' - yah samajhtē hō  ?

63So a trustee does not have anything for himself.

114Sadaiv yah anubhav karkē sunō - maĩ arjun hū̃ , mujhē viśhēṣh bhagvān gītā kā gyān sunā rahā hai .

64In being a householder, there is the consciousness of “mine”, whereas in being a trustee, everything belongs to the Father.

115Gītā pāṭhśhālā vālē tō sabsē number one nikal jāyēṅgē . 116Is vidhi sē sunō tō āgē chalē jāyēṅgē .

65Even though you prepare the food yourself, you believe that you are eating Brahma bhojan.

117Teachers kō busy rahnē kē liē gītā pāṭhaśālāē̃ achchhī haĩ .

66Whom do you offer bhog to first? 67You offer it to the Father, do you not?

118Gītā pāṭhśhālā chakravartī bhī banātī , busy bhī rakhtī .

68To offer it means to eat what has come from the Father.

119Vr̥iddhi bhī achchhī hōtī hai .

69You eat Brahma bhojan.

120Mēhnat cum|kam lētē haĩ , madadgār jyādā bantē haĩ . 121Balihārī tō gītā pāṭhśhālā vālō̃ kī hai nā .

70Even if you use something for your children, you do that according to directions.

122Isliē gānv vālē bāp kō pyārē lagtē haĩ . 123Baṛē sthānō̃ par māyā bhī baṛē rūp kī ātī hai . 124Gānv vālō̃ kō māyā bhī gānv vālī ātī hai . 125Isliē bahut achchhē hō gānv vālē , jyādā saṅkhyā kahā̃ kī hai  ?

71Just as the surrendered brothers and sisters use their mind, body and wealth in different tasks, in the same way, those who live on the household path also use their body and wealth for something considering it to be entrusted to them according to the Father’s shrimat.

126Lēkin abhī tō sabhī madhuban nivāsī hō .

72You do this, do you not?

127Sabhī teachers key|kī permanent address kaunsī hai  ? 128Madhuban hai nā . 129Vah dukān haĩ , yah ghar hai . 130Jyādā kyā yād rahtā hai - ghar yā dukān  ?

73There isn't dishonesty, that is, you don’t mix the dictates of your own mind in that which has been given to you in trust, do you?

131Kōī-kōī kō dukān jyādā yād rahtī hai . 132Sōyēṅgē tō bhī dukān yād āyēgī .

74So, all Brahmin souls are receiving Godly sustenance.

133Āp lōg jahā̃ chāhō buddhi kō sthit kar saktē hō . 134Sēvākēndra par rahtē bhī madhuban nivāsī ban saktē aur madhuban mē̃ rahtē bhī sēvādhārī ban saktē hō , yah abhyās hai nā . 135Second mē̃ sōchā aur sthit huā , yah hai teachers key|kī sthiti key|kī viśhēṣhtā . 136Buddhi bhī samārpit hai nā yā sirph sēvā kē liē samārpit hō  ?

75Sustenance is given in order to make you powerful.

137Samārpit buddhi arthāt jahā̃ chāhē̃ , jab chāhē̃ vahā̃ sthit hō jāē̃ . 138Yah viśhēṣhtā key|kī niśhānī hai .

76What is the practical form of the sustenance received from the mother?

139Buddhi sahit samārpit - aisē hō nā yā buddhi sē ādhī samārpit haĩ aur śharīr sē sārī haĩ  ? 140Kōī-kōī teachers bhī chāhtī haĩ - yōg mē̃ baiṭhtē haĩ tō ātma-abhimānī hōnē badalē|badlē sēvā yād ātī hai . 141Lēkin aisā nahī̃ hōnā chāhiē . 142Kyōṅki last samay agar aśharīrī bannē key|kī bajāē sēvā kā bhī saṅkalp chalā tō second K|kē paper mē̃ fail hō jāyēṅgē .

77The child becomes powerful.

143Us samay sivāy bāp K|kē , nirākārī , nirvikārī , nirahaṅkārī - aur kuchh yād nahī̃ .

78So you have all become master almighty authorities through the sustenance given by Brahma, the mother.

144Brahmā bāp nē antim stage yahī banāī nā - bilkul nirākārī . 145Sēvā mē̃ phir bhī sākār mē̃ ā jāyēṅgē . 146Isliē yah abhyās karō - jis samay jō chāhē vah sthiti hō , nahī̃ tō dhōkhā mil jāyēgā .

79However, some children use the powers all the time, whereas others do not use the powers they have attained, that is, the sustenance they have received, at all times. 80That is, they do not put this sustenance into a practical form.

147Aisē nahī̃ sōchō - sēvā kā hī tō saṅkalp āyā , kharāb saṅkalp vikalp tō nahī̃ āyā . 148Lēkin kaṇṭrōliṅg power tō nahī̃ huī nā .

81This is why, even though you receive the most elevated sustenance, you remain weak and the line of fortune is broken.

149Kaṇṭrōliṅg power nahī̃ tō ruling power ā nahī̃ saktī , phir ruler ban nahī̃ sakē̃gē . 150Tō abhyās karō .

82In the same way, take the line of the study: the aim and object of the study is to claim an elevated status.

151Abhī sē bahut kāl kā abhyās chāhiē . 152Iskō halkā nahī̃ chhōṛō .

83Baba, the Teacher, teaches the same study to everyone and He teaches it at the same time.

153Tō sunā , teachers kō kyā abhyās karnā hai  ? 154Tab kahē̃gē - teachers bāp kō follow karnē vālī haĩ .

84Nevertheless, not everyone has the same intoxication or status of the elevated Brahmin life and the study.

155Sadā brahmā bāp kō sāmnē rakhō aur tīn vardān yād rakhō aur follow karō . 156Yah tō sahaj hai nā . 157Yah antim vardān bahut śhaktiśhālī hai .

85Because of not constantly keeping the status of the angelic form and the deity form in your awareness, there is a difference in each one’s line of fortune.

158In tīn vardānō̃ kō agar sadā smr̥iti mē̃ rakhtē practical mē̃ āō tō bāp K|kē diltakhta aur rājy-takhta K|kē adhikārī jarūr banē̃gē . 159Achchhā  ! 160Sarv bāp samān sadā knowledgeful , powerful bachchō̃ kō , sadā bhāgyavidhātā dvārā śhrēṣhṭh bhāgya key|kī spaṣhṭ rēkhāō̃ vālē bhāgyavān bachchē , sadā bāp samān trivaradān prāpt huē viśhēṣh ātmāō̃ kō , sadā brāhmaṇ janm key|kī pālnā aur paṛhāī kō āgē baṛhānē vālē - aisē akhaṇḍ bhāgyavān bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē . 161Mahārāṣhṭra group  : sadā apnē kō sarv prāptiyō̃ sē bharpūr anubhav kartē hō  ?

86The same applies in the line of service.

162Kabhī khālī tō nahī̃ hō jātē  ? 163Kyōṅki bāp nē itnī prāptiyā̃ karāī haĩ , agar sarv prāpti apnē mē̃ jamā karō tō kabhī bhī khālī nahī̃ hō saktē .

87Brahma Baba reminded you of the speciality of service in the blessings in the final moments of the corporeal form: Be incorporeal, viceless and egoless.

164Is janm key|kī tō bāt hī nahī̃ hai lēkin anēk janm bhī yahā̃ key|kī bharpūrtā sāth rahēgī . 165Tō jab itnā diyā hai jō bhaviṣhya mē̃ bhī chalnā hai , tō abhī khālī kaisē hōṅgē  ?

88You cannot give the fruit of service to any soul without stabilising yourself in the incorporeal stage, because the arrow from the soul strikes the soul.

166Agar buddhi khālī rahī tō halchal rahēgī . 167Kōī bhī chīz agar full bharī nahī̃ hōtī tō usmē̃ halchal hōtī hai .

89If you are not constantly stable in this stage, then the ones whom you serve are not able to become constant embodiments of remembrance.

168Tō bharpūr hōnē key|kī niśhānī hai ki māyā kō ānē key|kī margin nahī̃ hai . 169Māyā hī hilātī hai . 170Tō māyā ātī hai yā nahī̃  ?

90In the same way, for being viceless, if you have any trace of vice, it will not allow another soul to be transformed from the shudra clan to the Brahmin clan.

171Saṅkalp mē̃ bhī ātī hai , māyā K|kē rājya mē̃ tō ādhākalp anubhav kiyā aur abhī apnē rājya mē̃ jā rahē hō .

91That soul will also have to labour and this is why the soul is unable to constantly experience the fruit of love.

172Jab māyājīt banē̃gē tab phir apnā rājya āyēgā aur māyājīt bannē kā sahaj sādhan - sadā prāptiyō̃ sē bharpūr rahō .

92The meaning of serving with humility is to be an embodiment of that fruit and bow down.

173Kōī ēk bhī prāpti sē vañchit nahī̃ rahō . 174Sarv prāpti hō .

93Without humility, there cannot be renewal, that is, there cannot be success in service.

175Aisē nahī̃ - yah tō hai , ēk bāt nahī̃ tō kōī harjā nahī̃ . 176Agar jarā bhī kamī hōgī tō māyā chhōṛēgī nahī̃ , usī jagah sē hilāyēgī .

94To put these three blessings ­ incorporeal, viceless and egoless ­ into practical service constantly is what is called the unbroken line of fortune.

177Tō māyā kō ānē key|kī margin hī na hō . 178Ā gaī , phir bhagāō tō usmē̃ time jātā hai .

95Now check all 4 lines of fortune: are they unbroken and constant or are they broken?

179Tō māyājīt banē hō  ?

96Are they clear or unclear?

180Yah nahī̃ sōchō - 2 varṣh yā 3 varṣh mē̃ hō jāyēṅgē . 181Brāhmaṇō̃ kē liē slōgan hai - ‘ ‘ ab nahī̃ tō kabhī nahī̃ ' ' .

97You have become the lucky handful out of multimillions, but you must become the few among those.

182Ab samay key|kī raphtār K|kē pramāṇ kōī bhī samay kuchh bhī hō saktā hai . 183Isliē tīvr puruṣhārthī banō .

98Those who are the few out of those multimillions will be respected by all and become worthy of worship in the future.

184Achchhā  ! 185Rājasthān - saurāṣṭra group  : svayã kō bāp K|kē diltakhtanaśhīn śhrēṣhṭh ātmāē̃ anubhav kartē hō  ?

99The sign of those whose line of fortune is unbroken is that they are even now loved by all of the Brahmin family.

186Diltakhta sarvaśhrēṣhṭha sthān hai . 187Jō sadā bāp K|kē diltakhtanaśhīn rahtē haĩ vō sadā hī safe rahtē haĩ .

100Because they are respected, everyone's blessings make the line of fortune of the elevated souls sparkle. 101So, ask yourself: Who am I?

188Safety kā sthān ‘ ‘ diltakhta ' ' hai .

102So, have you heard what Baba saw today?

189Aur jō bhī safety K|kē sthān banātē haĩ usē kōī bhī pār kar saktā hai . 190Lēkin bāp K|kē diltakhtanaśhīn rahnē vālī ātmā kō māyā pār nahī̃ kar saktī . 191Tō aisē safety K|kē sthān par sthit rahtē hō  ?

103People of the world say that God is the Sustainer, that He is the Bestower of Life, but they don't even have the introduction of the Bestower of life, whereas you say with intoxication how God is the Bestower of Life and the Sustainer!

192Yā kabhī safety K|kē sthān sē bāhar ā jātē hō  ? 193Jab safety kā sthān mil gayā tō safe rahnā chāhiē . 194Aur aisā sthān tō sārē kalp mē̃ nahī̃ milnā hai jahā̃ ārām sē khāōpi yō , mauj karō aur safe rahō .

104You are also receiving sustenance from Brahma, the mother, and by following the elevated instructions of the Father you have become worthy souls. 105The Father makes the children worthy and the mother makes them powerful.

195Aisī guarantee aur kōī dē nahī̃ saktā .

106So you have both these experiences, do you not?

196Kitnī bhī government key|kī baṛī athārṭī hō lēkin āpkō guarantee nahī̃ dēgā ki āp safe rahē̃gē . 197Sirph āpkō safety kē liē bandūk vālē dē dēgē , blaik kaiṭ dē dēgē jissē aur hī jēl vālē lagtē haĩ , jaisē royal jēl mē̃ haĩ . 198Yahā̃ dēkhō tō bhī blaik kaiṭ , vahā̃ dēkhō tō bhī blaik kaiṭ . 199Tō yah jēl huā yā safety huī  ?

107Achcha.

200Lēkin bāp tō māyā K|kē bandhan sē chhuṛā dētā hai , nirbhay ban jātē haĩ .

108There are more from the Gita pathshalas who have come. 109So, who are the ones from the Gita pathshalas?

201Tō aisā sthān pasand hai yā kabhī-kabhī thōṛā bāhar nikalnē key|kī dil hōtī hai  ?

110The ones who listen to the knowledge of the Gita are Arjuna.

202Jō sadā diltakhtanaśhīn haĩ vah niśhchit hī niśhchinta haĩ .

111So, do you listen in the consciousness of being Arjuna?

203Jaisē kahtē haĩ - bhāvī ṭālī nahī̃ jātī , aṭal hōtī hai .

112Or, is Arjuna someone else? 113Do you consider yourself to be Arjuna?

204Aisē diltakhtanaśhīn ātmā nirbhay hai , niśhchinta haĩ - yah niśhchit hai , aṭal hai . 205Diltakhta par māyā ā nahī̃ saktī .

114So always listen whilst experiencing that you are Arjuna and that God Himself is especially giving you the knowledge of the Gita.

206Thōṛā ākarṣhaṇ karkē bāhar nikālnē key|kī kōśhiśh jarūr karēgī .

115So, all those from a Gita pathshala will become number one.

207Jaisē sītā kē liē dikhātē haĩ - lakīr sē bāhar pāṅw nikālā tab rāvaṇ āyā , nahī̃ tō ā nahī̃ saktā .

116Listen with this method and you will go ahead. 117The Gita pathshalas are good to keep the teachers busy.

208Tō saṅkalp bhī bāhar nikalnē kā āyā tō māyā ā jāyēgī .

118The Gita pathshalas make you tour around and also keep you busy.

209Agar diltakhta par hō tō ā nahī̃ saktī .

119Very good expansion takes place too.

210Tō sirph diltakhta par baiṭh jāō . 211Ismē̃ muśhkil hai kyā  ?

120They take less labour and are more helpful.

212Aisē kaī hōtē haĩ jinkī ādat hōtī hai uṭhanē-baiṭhanē-ghūmanē key|kī , baiṭh nahī̃ saktē .

121It is the greatness of those from the Gita pathshalas, is it not?

213Kitnā bhī achchhā sthān dēkar biṭhāō , tō bhī nāchtē rahē̃gē .

122This is why the Father loves those from the villages.

214Lēkin āpkā vāydā kyā hai  ? 215Jahā̃ biṭhāō , jō khilāō , jō pahnāō , jō karāō , vah karē̃gē .

123Maya also comes in a large form at the larger places, whereas those from the villages have Maya of the villages.

216Yah vāydā pakkā hai nā yā thōṛā apnī marjā sē karē̃gē bākī bāp key|kī  ?

124Therefore, those of you from the villages are very good. 125Where have the greatest number come from?

217Bāp kō tō kōī harjā nahī̃ lēkin mēhnat āpkō hī karnī paṛēgī .

126Achcha, wherever you may be from, at the moment all of you are Madhuban residents.

218Bāp kō bachchō̃ key|kī mēhnat nahī̃ achchhī lagtī .

127What is the permanent address of all the teachers?

219Mēhnat karkē tō thak gayē .

128It is Madhuban, is it not?

220Abhī bhī mēhnat karō - yah achchhā nahī̃ lagtā .

129That is a shop and this is a home.

221Isliē diltakhtanaśhīn banō . 222Isī naśhē mē̃ rahō .

130So, which do you remember more: the home or the shop?

223Ājkal K|kē kursā kā bhī naśhā rahtā hai .

131Some remember the shop more.

224Yah tō takht hai . 225Tō jahā̃ rūhānī naśhā hōgā vahā̃ duḥkh key|kī lahar nahī̃ āyēgī , khuśhī hōgī .

132Even when they sleep, they only remember the shop, but all of you can stabilise your intellect wherever you choose.

226Tō sadā yah smr̥iti rakhō ki ab bhī takhtnaśhīn haĩ aur anēk janm rājyatakhtanaśīn banē̃gē .

133Even while living at a centre, you can be a Madhuban resident, and while living in Madhuban you can be a server.

227Rājasthān kō rājgaddī par baiṭhnē kā naśhā hai .

134Do you have this practice?

228Lēkin rājasthān nē prajā cum|kam banāī hai . 229Gujarāt nē baṛī prajā banāī hai .

135Think about it and you will be able to stabilise in that stage in a second.

230Aglī bār bhī rājasthān kō kahā thā - abhī kuchh vr̥iddhi karō .

136This is the speciality of the teachers’ stage.

231Chalō kvāṇṭiṭī nahī̃ tō quality lāō , tō bhī barōbar hō jāyēgā .

137Your intellect is also surrendered, is it not?

232Aisī quality lāō jō rājasthān vālē unkā nām sunkar samajhē - hā̃ , yah kahtā tō sahī hai . 233Tō yā kvāṇṭiṭī baṛhāō yā quality baṛhāō . 234Kyā nahī̃ hō saktā hai , brāhmaṇō̃ K|kē bhāgya mē̃ sab nūndhā huā hai , sirph repeat karō . 235Iskē liē touching chāhiē buddhi clear hō tō touch hōgā aur saphaltā hōgī .

138Or, have you surrendered it just for service?

236Achchhā  ! 237Gujarāt vālō̃ kō bhī bāpdādā kahtē haĩ rāt gujar gaī , bīt gaī .

139A surrendered intellect means it is able to be stable wherever you choose and whenever you choose.

238Tō rājā banē̃gē nā . 239Achchhā  !

140This is the sign of speciality.

240Pañjāb - banāras group  : sadā her|har karma kartē huē apnē kō karmayōgī ātmā anubhav kartē hō  ? 241Kōī bhī karma kartē huē yād bhūl nahī̃ saktī .

141You have surrendered your intellect, have you not? 142Or, is it that you have only half surrendered your intellect and fully surrendered your body?

242Karma aur yōg - dōnō̃ combined hō jāē̃ . 243Jaisē kōī juṛī huī chīz kō alag nahī̃ kar saktā , aisē karmayōgī ātmāē̃ hō .

143Some teachers say that when they sit for yoga, instead of becoming soul conscious, they remember their service.

244Jaisē śharīr aur ātmā kā combined rūp hai tō uskō jīvan vālā kahtē haĩ aur śharīr , ātmā sē alag hō jāē tō uskō jīvan samāpt kahtē haĩ .

144It should not be like that, because if instead of becoming bodiless at the final moment, there is a thought about service, you will fail in the paper of a second.

245Tō karmayōgī jīvan arthāt karma yōg K|kē binā nahī̃ , yōg karma K|kē binā nahī̃ . 246Sadā combined .

145At that time, there has to be the stage of just one Baba, incorporeal, viceless and egoless and of not remembering anything else.

247Tō yōgī jīvan vālē hō vā yōg lagānē vālē hō  ?

146This is the final stage that Father Brahma created: completely incorporeal.

248Dō ghaṇṭā yōg lagānē vālē yōgī tō nahī̃ hō  ?

147When you come into service, you will be in the corporeal form.

249Amr̥itvēlē yōg lagāyā tō yōgī huē aur karma mē̃ āyē tō karma hī yād rahā - isē yōgī-jīvan nahī̃ kahē̃gē .

148Therefore, let there be the practice of creating whatever stage you choose whenever you choose.

250Yād K|kē binā karma nahī̃ .

149Otherwise, you will be deceived.

251Jīvan nirantar hōtā hai , dō ghaṇṭē kā jīvan nahī̃ hai . 252Jō yōgī jīvan vālē haĩ unkā yōg svataḥ aur sahaj hai , mēhnat nahī̃ karnī paṛtī .

150Don't think: At least I did not have a bad or sinful thought, it was only a thought about service.

253Kyōṅki yōg ṭūṭtā hī nahī̃ hai tō mēhnat kyā karē̃gē  !

151However, this means that there is no controlling power.

254Ṭūṭtā hai tō jōṛnē key|kī mēhnat karē̃gē .

152If there is no controlling power, there cannot be ruling power.

255Aisā combined anubhav karnē vālē kabhī māyā K|kē vaśh hōkar question nahī̃ karē̃gē ki yōg kaisē lagāyē̃ , nirantar yōg kaisē hō  ? 256Yād karnē vālē kō kōī bhī phariyād varnē key|kī āvaśhyaktā hī nahī̃ . 257Bābā , mērā yah kām kar dēnā , yah karā dēnā , yah sambhāl lēnā , iskā tālā khōl dēnā - yah phariyād hai . 258Yād mē̃ svataḥ sab kārya saphal hō jātē haĩ .

153You will then not be able to become a ruler.

259Yād karnē vālē hō yā phariyād karnē vālē hō  ?

154So let there be this practice from now on.

260Bāp kē āgē kabhī kaunsī file , kabhī kaun-sī file rakhnē vālē tō nahī̃  ?

155There has to be the practice over a long period of time from now.

261Fine bannē vālē kā kōī file nahī̃ hōtā .

156Do not be light about this.

262Karmayōgī jīvan sarv prāptiyō̃ key|kī jīvan hai .

157So, did the teachers hear what they have to practise?

263Kōī aprāpti rah nahī̃ saktī . 264Kyōṅki dātā K|kē bachchē hō .

158Then you will be called the teachers who follow the father.

265Dātā K|kē bachchē sadā bharpūr . 266Dūsrō̃ kō kahtē hō nā - ‘ ‘ yōgī jīvan jī K|kē dēkhō ' ' .

159Always keep Father Brahma and the three blessings in front of you and follow them.

267Khud anubhavī hō tab tō kahtē hō .

160This is easy, is it not?

268Agar jīnā hī hai tō ‘ yōgī jīvan ' .

161These last blessings are very powerful.

269Bāpdādā kō yōgī jīvan vālē bachchē ati priya haĩ , ati samīp haĩ . 270Achchhā  ! 271Haidarābād - bhōpāl group  : sadā apnē kō santuṣhṭ ātmā anubhav kartē hō  ?

162If you constantly keep these three blessings in your consciousness and put them into practice, you will definitely have a right to the Father’s heart throne and the future kingdom. 163Achcha.

272Kyōṅki gyānī-yōgī ātmā key|kī niśhānī ‘ santuṣhṭatā ' hai . 273Jahā̃ santuṣhṭatā hai vahā̃ sarvguṇ aur sarvśhaktiyā̃ haĩ . 274Kōī bhī guṇ vā śhakti key|kī aprāpti hōgī tō aprāpti key|kī niśhānī ‘ ‘ asantuṣṭatā ' ' hai aur prāptiyō̃ key|kī niśhānī ‘ ‘ santuṣhṭatā ' ' hai . 275Santuṣhṭ ātmā drama K|kē her|har dr̥iśhya kō dēkh ‘ ‘ vāh-ḍrāmā-vāh ' ' kahēgī aur jō sadā santuṣhṭ nahī̃ vah kabhī tō ‘ ‘ vāh-vāh ' ' kahēgī , kabhī kahēgī - hāy , yah kyā hō gayā , hōnā nahī̃ chāhiē thā lēkin hō gayā  !

164To all the children who are constantly knowledge­full and powerful, the same as the Father, to the fortunate children whose lines of elevated fortune from the Bestower of Fortune are constantly clear, to the special souls who are equal to the Father and have received the three blessings from the Father, to the ones who constantly move ahead with their sustenance and study of the Brahmin birth, to the eternally fortunate children, BapDada's love, remembrance and namaste.

276Tō santuṣhṭatā ēk khān hai .

165To a group from Maharashtra

277Akhaṇḍ khān hai , khatm hōnē vālī nahī̃ . 278Jitnā dētā jāyēgā utnā hī baṛhtā jāyēgā .

166Do you always experience yourselves to be overflowing with all attainments?

279Tō āp sabhī santuṣhṭ ātmāē̃ hō nā .

167You never become empty, do you?

280Marjīvā banē hī hō santuṣhṭ rahnē kē liē . 281‘ ‘ icchā-mātram-avidyā ' ' - yah gāyan kiskā hai  ? 282Dēvtāō̃ kā yā brāhmaṇō̃ kā  ?

168The Father has given you so much attainment that if you accumulate all those attainments in you, you can never become empty.

283Dēvtāī jīvan mē̃ tō ichchhā vā na ichchhā kā savāl hī nahī̃ . 284Yahā̃ knowledge hai - ichchhā kyā hai aur niraicchā kyā hai .

169It isn’t even a question of anything for just this birth, but the attainments of this birth will be with you for many births.

285Tō knowledge hōtē ‘ ‘ icchā-mātram-avidyā ' ' hōnā isī kō hī brāhmaṇ-jīvan kahā jātā hai . 286Kis chīz key|kī ichchhā hai  ?

170Since He has given you so much that it will also last you in the future, how can you be empty at this time?

287Jab rachayitā apnā hō gayā tō rachnā kahā̃ jāyēgī  ? 288Rachayitā kō apnā banā liyā hai nā , achchhī tarah sē banāyā hai , ḍhīlā-ḍhīlā tō nahī̃  ?

171If your intellect remains empty, there will be fluctuation. 172If something is not full it fluctuates.

289Mātāō̃ kē liē gāyan hai ki bhagvān kō bhī rassī sē bāndh liyā .

173So, the sign of being full is that Maya has no margin to come.

290Tō achchhī tarah sē bāndhā hai  ?

174It is Maya that makes you fluctuate.

291Yah hai snēh key|kī rassī .

175So, does Maya come or not?

292Tō snēh key|kī rassī majbūt hai nā , yah kabhī ṭūṭ nahī̃ saktī . 293Yah tō nimitt mātra dr̥iṣhṭānt haĩ . 294Jahā̃ bāp hai vahā̃ sab-kuchh hai , isliē tō gātē hō - bāp milā sab-kuchh milā . 295Jō bhī milā hai vah itnā milā hai jō sarv ichchhāē̃ ikaṭaṭhī karō unsē bhī padmaguṇā jyādā hai , uskē āgē ichchhā kyā huī  ?

176Does she come in your thoughts?

296Jaisē sūrya kē āgē dīpak . 297Sarv prāptiyō̃ kē āgē kitnī bhī achchhī ichchhā hō , vah dīpak K|kē samān hai .

177For half the cycle you have experienced the kingdom of Maya and you are now going to your own kingdom.

298Isliē sadā santuṣhṭ . 299Question hī nahī̃ uṭhtā hai . 300Ichchhā uṭhnē key|kī tō bāt chhōṛō lēkin ichchhā hōtī bhī hai - yah question bhī nahī̃ uṭh saktā .

178When you become a conqueror of Maya, your own kingdom will come, and the easy way to become a conqueror of Maya is to remain always full of all attainments.

301Itnī samāpti hō gaī hai , nām-niśhān nahī̃ .

179Do not remain deprived of a single attainment. 180Have all attainments.

302Kyōṅki thōṛā bhī agar aṅśh rahā tō aṅśh sē vanśh paidā hōtā hai . 303Anśh-mātra bhī nahī̃ hō .

181It should not be: I have all of this, and if I don’t have this one thing, it doesn’t matter.

304Isīliē dēkhō , rāvaṇ kō jalātē bhī haĩ , pahlē mārtē haĩ phir jalātē haĩ .

182If there is the slightest lack of anything, Maya will not leave you alone.

305Jalākar K|kē phir samāpti kar dētē haĩ .

183She will make you fluctuate in that area.

306Anśh-mātra bhī nahī̃ rahē . 307Tō kōī aṅśh tō nahī̃ hai  ?

184So, let there not be any margin for Maya to come.

308Mōṭē rūp mē̃ tō rāvaṇ K|kē śhīśh khatm huē lēkin sūkṣhma mē̃ tō nahī̃ hai nā  ?

185If Maya comes and you then have to chase her away, time is wasted in that.

309Sunāyā thā kaī aisē kahtē haĩ - ichchhā tō nahī̃ hai lēkin achchhā lagtā hai .

186So, have you become a conqueror of Maya?

310Mōṭē rūp mē̃ kahē̃gē - ichchhā nahī̃ hai aur mahīn rūp mē̃ achchhā lagtā hai .

187Do not think that you will become that, in two or three years.

311Tō achchhā lagā mānā buddhi kā jhukāv hōgā nā .

188For Brahmins, the slogan is: If not now, then never.

312Achchhā lagtā hai tō achchhā - achchhā hōtē ichchhā hō jāyēgī .

189Now, according to the speed of time, anything can happen at any time.

313Achchhā lagtā hai tō sab achchhā lagtā hai .

190Therefore, become intense effort­makers.

314Ēk chīz achchhī kyō̃ lagtī hai yā kōī ēk vyakti achchhā kyō̃ lagē yā kōī ēk kām achchhā kyō̃ lagē  ? 315Sab achchhā hai . 316Kaī aisē kahtē haĩ ki is ātmā kā yōg achchhā lagtā hai , is ātmā kā bhāṣhaṇ achchhā lagtā hai . 317Lēkin yah bhī kōī achchhā lagē , kōī achchhā nahī̃ lagē - yah bhī ṭhīk nahī̃ .

191Achcha.

318Agar achchhā lagtā bhī hai tō bāp kā haĩ nā . 319Bāp achchhā lagē nā .

192Blessing: May you be a master world creator who experiences the obstacles of Maya as a game.

320Agar kōī bhī vyakti achchhā lagā tō ichchhāō̃ key|kī queue lag jāyēgī . 321Bāp achchhā lagtā tō anśh-mātra mē̃ bhī māyā ā nahī̃ saktī . 322Agar kisī mē̃ guṇ achchhē haĩ tō vah bhī bāp key|kī dēn haĩ . 323Isliē bāp hī achchhā lagē .

193When little children in their childish carelessness say anything or even do something to their elders, the elders consider the children to be little innocent children; they are not affected by anything.

324Tō sadā santuṣhṭ rahē̃gē . 325Bāl-bachchō̃ kō andar nahī̃ biṭhā dēnā . 326Agar bāl-bachchē bhī chhipē huē haĩ tō sadā santuṣhṭ nahī̃ rah saktē .

194In the same way, when you consider yourselves to be master world creators, you will feel the obstacles of Maya to be children’s games.

327Bēhad sēvā key|kī bāt alag hai , lēkin apnē prati yah hōnā chāhiē , yah hōnā chāhiē - yah had key|kī bātē̃ asantuṣhṭ kartī haĩ .

195If Maya comes through any soul as a problem, obstacle or test paper, you will not be afraid and you will not blame that soul.

328Bēhad kē liē jitnā chāhē utnā sōchō , apnē prati had key|kī bātē̃ nahī̃ sōchō . 329Tō sabhī santuṣṭamaṇi hō  ?

196Slogan: Fill yourself with love, power and Godly attraction and everyone will co­operate with you.

330Santuṣṭamaṇi arthāt sadā rūhāniyat sē chamaknē vālī . 331Achchhā  !

197* * * O MS H A N T I * * *