रविवार 17 दिसंबर 1989 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 117-12-89 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 17-12-89 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2Sadā samarth kaisē banē̃  ?

1How to be constantly powerful.

3Avyakt bāpdādā apnē bachchō̃ prati bōlē 4Āj samarth bāp apnē chārō̃ ōr K|kē master samarth bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ . 5Ēk hai sadā samarth aur dūsrē haĩ kabhī samarth , kabhī vyarth key|kī taraph na chāhtē bhī ākarṣhit hō jātē .

2Today, the powerful Father is seeing His master powerful children from everywhere. 3One are those who are always powerful and the other are those who are sometimes powerful and at other times get attracted towards waste even against their desire.

6Kyōṅki jahā̃ samarth sthiti hai , vahā̃ vyarth hō nahī̃ saktā , saṅkalp bhī vyarth nahī̃ utpanna hō saktā . 7Bāpdādā dēkh rahē thē ki kaī bachchō̃ key|kī ab tak bhī bāp kē āgē phariyād hai ki kabhī-kabhī vyarth saṅkalp yād kō phariyād mē̃ badal dētē haĩ , chāhtē nahī̃ haĩ lēkin ā jātē haĩ . 8Vikalpō̃ key|kī stage kō tō majority nē majority samay tak samāpt kar liyā hai lēkin vyarth dēkhnā , vyarth sunnā aur sōchnā , vyarth samay ganvānā - ismē̃ full pass nahī̃ haĩ . 9Kyōṅki amr̥itvēlē sē sārē din key|kī dincharyā mē̃ apnē man aur buddhi kō samarth sthiti mē̃ sthit karnē kā programme set nahī̃ kartē .

4Where there is the powerful stage, there cannot be waste; waste thoughts cannot even emerge.

10Isliē upset hō jātē haĩ . 11Jaisē apnē sthūl kārya K|kē programme kō dincharyā pramāṇ set kartē hō , aisē apnī mansā samarth sthiti kā programme set karē̃gē tō svataḥ hī kabhī upset nahī̃ hōṅgē .

5BapDada was seeing that some children still complain to the Father that sometimes their waste thoughts change remembrance (yaad) into complaints (fariyaad), that they do not want these thoughts to come, but that they do come.

12Jitnā apnē man kō samarth saṅkalpō̃ mē̃ busy rakhē̃gē tō man kō upset hōnē kā samay hī nahī̃ milēgā . 13Ājkal kī duniyā mē̃ baṛī position vālē , jinhō̃ kō I|āī|eye . pī|P . yā V|we . I|āī|eye . pī|P . kahtē haĩ , vah sadā apnē kārya key|kī dincharyā kō samay pramāṇ set kartē haĩ .

6The majority have finished the stage of vicious thoughts for the majority of the time. 7Yet you have not fully passed in not looking at waste, not hearing waste, not thinking waste and not wasting time. 8It is because you do not set a programme for your mind and intellect to be in a powerful stage from amrit vela throughout the whole day's timetable that you get upset.

14Tō āp kaun hō  ? 15Vah bhalē V|we . I|āī|eye . pī|P . haĩ lēkin sārē viśhva mē̃ īśhvarīy santān K|kē nātē , brāhmaṇ-jīvan K|kē nātē āp kitnī bhī V|we . āgē lagā dō tō bhī cum|kam hai .

9For instance, just as you make a programme for a physical task, according to the daily timetable, in the same way, if you set your programme for the powerful stage of your mind, you will automatically never get upset.

16Kyōṅki āpkē ādhār par viśvaparivarta na hōtā hai . 17Āp viśhva K|kē nav-nirmāṇ K|kē ādhārmūrt hō .

10The busier you keep your mind with powerful thoughts, the more the mind will not find the time to get upset.

18Bēhad K|kē drama andar hero actor hō aur hīrē tulya jīvan vālē hō . 19Tō kitnē baṛē huē  ! 20Yah śhuddha naśhā samarth banātā hai aur dēh-abhimān kā naśhā nīchē lē ātā hai .

11In today's world, the greater someone's position is, the greater the I.P. or V.I.P., the more he will set the activities according to the daily timetable.

21Āpkā ātmik rūhānī naśhā hai isliē nīchē nahī̃ lē ātā , sadā ūñchī uṛtī kalā kī ōr lē jātā hai . 22Tō vyarth taraph ākarṣhit hōnē kā kāraṇ hai - apnē man-buddhi key|kī dincharyā set nahī̃ kartē hō . 23Man kō busy rakhnē key|kī kalā sampūrṇ rīti sē sadā use nahī̃ kartē hō . 24Dūsrī bāt , bāpdādā nē amr̥itvēlē sē lēkar rāt K|kē sōnē tak mansā-vāchā-karmaṇā aur sambandh-samparka mē̃ kaisē chalnā hai vā rahnā hai - sabkē liē śhrīmat arthāt āgyā dī|the huī hai .

12So, who are you?

25Mansā mē̃ , smr̥iti mē̃ kyā rakhnā hai - yah her|har karma mē̃ apnī mansā sthiti kā direction , āgyā milī huī hai . 26Aur āp sab āgyākārī bachchē hō nā vā ban rahē hō  ? 27Āgyākārī arthāt bāp K|kē sambandh sē bāp K|kē foot sṭaip lēnē vālē arthāt kadam kē ūpar kadam rakhnē vālē .

13They are V.I.P.s but in the context of your being the children of God, in the context of your Brahmin life, compared to the world outside, no matter how many 'V's are put for you, they are not enough, because the world is transformed on the basis of you. 14You are the images of support for the renewal of the world.

28Aur dūsrā nātā hai sajaniyō̃ kā . 29Tō sajnī bhī kyā kartī hai  ? 30Unkō kyā śhikṣhā miltī hai  ?

15In the unlimited drama, you are hero actors and you are the ones with a life as valuable as a diamond.

31Sājan K|kē kadam ūpar kadam chalō .

16So, how great are you?

32Tō āgyākārī arthāt bāpdādā K|kē āgyā rūpī kadam par kadam rakhnā . 33Yah sahaj hai vā muśhkil hai  ?

17This pure intoxication makes you powerful, whereas intoxication based on body consciousness brings the soul down.

34Kahā̃ kadam rakhē̃ - ṭhīk hai vā nahī̃ , yah sōchnē key|kī bhī jarūrat nahī̃ . 35Hai sahaj , lēkin sārē din mē̃ chaltē-chaltē kōī na kōī āgyāō̃ kā ullaṅghan hō jātā hai .

18You have soul conscious spiritual intoxication and this is why it doesn’t bring you down; it constantly takes you into the elevated flying stage.

36Bātē̃ chhōṭī - chhōṭī hōtī haĩ lēkin avagyā hōnē sē thōṛā-thōṛā bōjh ikaṭṭhā hō jātā hai .

19So, the reason for being attracted towards waste is that you do not set a timetable for your mind and intellect.

37Āgyākārī kō sarv sambandhō̃ sē paramātm-duāyē̃ miltī haĩ .

20You do not constantly and fully use the art of keeping your mind busy.

38Yah niyam hai . 39Sādhāraṇ rīti bhī kōī kisī manuṣhya ātmā K|kē direction pramāṇ ‘ ‘ hā̃ jī ' ' kahkar K|kē kārya kartē haĩ tō jiskā kārya kartē , uskē dvārā uskē man sē unkō duāyē̃ jarūr miltī haĩ .

21Secondly, BapDada has given shrimat, that is, instructions about everything ­ your mind, words, actions, relationships and connections – and told you how to act and live from amrit vela until night­time.

40Yah tō paramātm-duāyē̃ haĩ  ! 41Paramātm-duāō̃ K|kē kāraṇ āgyākārī ātmā sadā double light uṛtī kalā vālī hōtī hai .

22You have been given instructions and directions about what awareness you should have in your mind and what the stage of your mind should be in every action.

42Sāth-sāth āgyākārī ātmā kō āgyā pālan karnē K|kē return mē̃ bāp dvārā will power viśhēṣh vardān K|kē rūp mē̃ , varsē K|kē rūp mē̃ miltī hai . 43Bāp sab powers will mē̃ bachchē kō dētē haĩ , isliē sarv powers sahaj prāpt hō jātī haĩ . 44Tō aisē will power prāpt karnē vālī āgyākārī ātmā - varsā , vardān aur duāyē̃ , yah sab prāptiyā̃ kar lētī haĩ jis kāraṇ sadā khuśhī mē̃ nāchtē , ‘ ‘ vāh-vāh ' ' K|kē gīt gātē uṛtē rahtē haĩ . 45Kyōṅki unkā her|har karma , unkō pratyakṣhaphal prāpt karātā hai .

23All of you are obedient children, are you not?

46Karma hai bīj .

24Or, are you becoming that?

47Jab bīj śhaktiśhālī hai tō phal bhī aisā milēgā nā . 48Tō her|har karma kā pratyakṣhaphal binā mēhnat K|kē svataḥ hī prāpt hōtā hai .

25Obedience means those who take the same footsteps as the Father in terms of the Father, that is, those who place their footsteps in His footsteps.

49Jaisē phal key|kī śhakti sē śharīr śhaktiśhālī rahtā hai , aisē karma K|kē pratyakṣhaphal key|kī prāpti kāraṇ ātmā sadā samarth rahtī hai . 50Tō sadā samarth rahnē kā dūsrā ādhār hai - sadā aur svataḥ āgyākārī bannā . 51Aisī samarth ātmā sadā sahaj uṛtē huē apnī sampūrṇ mañjal - ‘ ‘ bāp K|kē samīp sthiti ' ' kō prāpt kartī hai . 52Tō vyarth taraph ākarṣhit hōnē kā kāraṇ hai avagyā .

26The other relationship is that of a bride.

53Baṛī-baṛī avagyāyē̃ nahī̃ kartē hō , chhōṭī-chhōṭī hō jātī hai .

27What does a bride do? 28What instruction is she given?

54Jaisē mukhya pahlī āgyā hai - pavitra banō , kāmjīt banō .

29She has to place her footsteps in the bridegroom’s footsteps.

55Is āgyā kō pālan karnē mē̃ majority pās|pass hō jātē haĩ . 56Bhōlī-bhōlī mātāyē̃ bhī ismē̃ pās|pass hō jātī haĩ .

30So, to be obedient means to place your footsteps in the footsteps of BapDada's instructions.

57Jō bāt duniyā asambhav samajhtī usmē̃ pās|pass hō jātē .

31Is this easy or difficult? 32Where should you place your steps?

58Lēkin unkā dūsrā bhāī krōdh - usmē̃ kabhī-kabhī ādhā fail hō jātē haĩ .

33Are your steps accurate or not? 34There shouldn't even be a need to think about that.

59Phir hōśhiyār bhī bahut haĩ . 60Kaī bachchē kahtē haĩ - krōdh nahī̃ kiyā lēkin thōṛā rōb tō dikhānā hī paṛtā hai , krōdh nahī̃ ātā , thōṛā rōb rakhtā hū̃ .

35It is easy, but while moving through the day, there is disobedience in one instruction or another. 36They are very small things, but because there has been disobedience, a small burden begins to accumulate.

61Jab asambhav kō sambhav kar liyā , yah tō uskā chhōṭā bhāī hai .

37Obedient ones receive God’s blessings from all the relationships.

62Tō iskō āgyā kahē̃gē vā avagyā  ? 63Issē bhī chhōṭī avagyā amr̥itvēlē kā niyam ādhā pālan kartē hō . 64Uṭh karkē baiṭh tō jātē hō lēkin jaisē bāp key|kī āgyā hai , us vidhi sē siddhi kō prāpt kartē hō  ?

38This is a law. 39In an ordinary way too, if someone says “yes” to the directions given by a human soul and performs that action, then whoever's task it is that he is carrying out, he definitely receives blessings from that person.

65Śhaktiśhālī sthiti hōtī hai  ?

40Here, you receive God's blessings.

66Sweet silence K|kē sāth-sāth nidrā key|kī silence bhī mix hō jātī hai .

41Because of receiving God’s blessings, an obedient soul always remains double­light and has the flying stage.

67Bāpdādā agar har ēk kō apnē saptāh key|kī T . V|we . dikhāyē tō bahut majā dēkhnē mē̃ āyēgā  ! 68Tō ādhī āgyā māntē hō - nēmīnāth bantē hō lēkin siddhisvarūp nahī̃ bantē hō . 69Iskō kyā kahē̃gē  ?

42Together with that, in return for an obedient soul following instructions, that soul receives from the Father willpower in the form of a special blessing and as an inheritance.

70Aisī chhōṭī-chhōṭī āgyāyē̃ haĩ . 71Jaisē āgyā hai - kisī bhī ātmā kō na duḥkh dō , na duḥkh lō .

43The Father wills all the powers to the child and this is why he is easily able to attain all powers.

72Ismē̃ bhī duḥkh dētē nahī̃ hō lēkin lē tō lētē hō nā . 73Vyarth saṅkalp chalnē kā kāraṇ hī yah hai - vyarth duḥkh liyā .

44So, an obedient soul who has attained willpower also attains blessings, an inheritance and good wishes.

74Sun liyā tō duḥkhī huē . 75Sunī huī bāt na chāhtē bhī man mē̃ chaltī hai - yah kyō̃ kahā , yah ṭhīk nahī̃ kahā , yah nahī̃ hōnā chāhiē … .

45Because of this, he constantly dances in happiness and sings songs of 'wah wah' and continues to fly, for his every action enables him to experience instant fruit.

76Vyarth sunnē , dēkhnē key|kī ādat man kō 63 janmō̃ sē hai , isliē abhī bhī us taraph ākarṣhit hō jātē hō .

46Actions are the seed, and so if the seed is powerful, the fruit will also be according to that, will it not?

77Chhōṭī-chhōṭī avagyāyē̃ man kō bhārī banā dētī haĩ aur bhārī hōnē K|kē kāraṇ ūñchī sthiti key|kī taraph uṛ nahī̃ saktē . 78Yah bahut guhya gati hai . 79Jaisē pichhlē janmō̃ K|kē pāp-karma bōjh K|kē kāraṇ ātmā kō uṛnē nahī̃ dētē .

47So, without labour they automatically receive the instant fruit of their actions. 48Just as the body remains healthy by eating fruit, in the same way, because of the instant fruit of their actions, the soul always remains powerful.

80Aisē is janm key|kī chhōṭī-chhōṭī avagyāō̃ kā bōjh , jaisī sthiti chāhtē hō - vah anubhav karnē nahī̃ dētī .

49So the second method of remaining constantly powerful is to be obedient constantly and naturally.

81Brāhmaṇō̃ key|kī chāl bahut achchhī hai . 82Bāpdādā pūchhtē haĩ - kaisē hō  ? 83Tō sabhī kahē̃gē - bahut achchhē haĩ , ṭhīk haĩ .

50Such a powerful soul constantly and easily flies and reaches his destination of becoming complete and attaining the stage of being close to the Father.

84Phir jab pūchhtē haĩ ki jaisī sthiti hōnī chāhiē vaisī hai  ?

51The reason for being attracted towards waste is disobedience.

85Tō chup hō jātē haĩ . 86Is kāraṇ yah avagyāō̃ kā bōjh sadā samarth bannē nahī̃ dētā .

52You are not disobedient in major respects, but there is disobedience in small matters.

87Tō āj yahī slōgan yād rakhnā - ‘ na vyarth sōchō , na vyarth dēkhō , na vyarth sunō , na vyarth bōlō , na vyarth karma mē̃ samay ganvāō .

53For instance, the main thing, the first instruction, is to become pure, to be conquerors of lust. 54The majority of you pass in following this instruction.

88' āp burāī sē tō pār hō gayē .

55Even the innocent mothers also pass in this.

89Ab aisē āgyākārī charitra kō chitra banāō .

56You pass in that which the world considers to be impossible.

90Iskō kahtē haĩ - ‘ sadā samarth ātmā . 91' achchhā  !

57But its second brother is anger, and half of you sometimes fail in that.

92Sabhī teachers āārṭisṭa hō .

58Then you also become very clever.

93Chitra banānā ātā hai  ? 94Apnā śhrēṣhṭh charitra kā chitra banānā ātā hai nā  !

59Some children say: I didn't get angry, but I had to show a little bit of bossiness (authority).

95Tō baṛē-tē-baṛē chitrakār vahī haĩ jō her|har kadam mē̃ charitra kā chitra banātē rahtē haĩ .

60I don't get angry but I have a bit of authority. 61You have made the impossible possible, and this is its little brother.

96Isī charitra kā chitra banānē kāraṇ hī āpkē jaṛ chitra ādhākalp chaltē haĩ . 97Tō teachers arthāt baṛē-tē-baṛē chitrakār .

62What would you say to this? 63Is it obedience or disobedience? 64An even smaller disobedience than this is that you only half follow the discipline of amrit vela.

98Apnā bhī chitra banātē aur anya ātmāō̃ kō bhī chitrakār banā dētē hō . 99Aurō̃ K|kē bhī śhrēṣhṭh charitra banānē kē nimitt teachers hō .

65You get up and sit down, but do you attain success through the method given by the Father’s instructions? 66Do you have a powerful stage?

100Isī mē̃ hī busy rahtē hō nā . 101Full busy rahō .

67Together with sweet silence, the silence of sleep also becomes mixed.

102Ēk second bhī man-buddhi kō phursat mē̃ rakhā tō vyarth saṅkalp apnī taraph ākarṣhit kar lē̃gē .

68If BapDada were to show you your weekly television, you would enjoy it a great deal.

103Sunāyā nā ki sēvā kā pratyakṣhaphal sadā prāpt hō - yahī niśhānī hai sadā āgyākārī ātmā key|kī .

69So you follow half the instruction; you become the lord who follows the discipline, but you do not become an embodiment of success.

104Kabhī sēvā kā phal pratyakṣha miltā aur kabhī nahī̃ miltā , iskā kāraṇ  ?

70What would you say to this? 71There are such small things of disobedience.

105Kōī-na-kōī avagyā hōtī hai . 106Teachers arthāt amr̥itvēlē sē lēkar rāt tak her|har āgyā K|kē kadam-par-kadam rakhnē vālī .

72You have been given the instruction: Do not cause sorrow for another soul and do not take sorrow.

107Aisī teachers hō vā kabhī-kabhī albēlā-pan ā jātā hai  ?

73Within this too, you do not cause sorrow, but you do take sorrow.

108Albēlā nahī̃ bannā . 109Jimmēvārī K|kē tājdhārī hō .

74The reason for having waste thoughts is that you take unnecessary sorrow.

110Kabhī tāj bhārī lagtā hai tō utār dētē haĩ .

75You hear something and so you experience sorrow.

111Āp utārnē vālē tō nahī̃ hō nā . 112Sadā āgyākārī mānā sadā jimmēvārī K|kē tājdhārī .

76Whatever you hear continues to work in your mind against your conscious wish: "Why did he say this?"

113Teachers tō sab haĩ lēkin iskō kahtē haĩ - yōgya teacher , yōgī teacher .

77"What he said was right." 78"This should not happen."

114Teachers kabhī complain nahī̃ kar saktī . 115Aurō̃ kō complete karnē vālī hō , complain karnē vālī nahī̃ .

79The mind has had the habit of listening to and looking at waste for 63 births and this is why it becomes attracted to that even now.

116Kabhī aisē patra tō nahī̃ likhtī hō nā - kyā karē̃ , hō gayā , hōnā tō nahī̃ chāhiē .

80This is why disobedience in little things makes the mind heavy and, because of being heavy, you cannot fly to a high stage.

117Vah tō samāpt hō gayā nā .

81This is a very deep philosophy.

118Sunāyā thā - patra likhō jarūr , madhuban mē̃ patra jarūr bhējō parantu ‘ ‘ maĩ sadā ō . K|kē . hū̃ ' ' - bas , yah dō line likhō .

82The burden of the sins of the past does not allow souls to fly. 83Similarly, disobedience in little things in this one birth does not allow you to experience the stage that you want.

119Paṛhnē vālō̃ kō bhī time nahī̃ .

84The activity of Brahmins is very good.

120Phir complain kartē ki patra kā uttar nahī̃ āyā .

85When BapDada asks how you are, everyone says "We are very well."

121Vāstav mē̃ āp sabkē patrō̃ kā uttar bāpdādā rōj key|kī murlī mē̃ dētā hī hai .

86However, when you are asked: Is your stage as it should be, you go quiet.

122Āp likhē̃gē ō . K|kē . aur bāpdādā ō . K|kē . K|kē return mē̃ kahtē - ‘ yādpyār aur namastē . 123' tō yah respond huā nā .

87Because of this, the burden of this disobedience does not allow you to be constantly powerful.

124Samay kō bhī bachānā hai nā . 125Sēvā samāchār bhī short mē̃ likhō . 126Tō samay key|kī bhī economy , kāgaj key|kī bhī economy , post key|kī bhī economy .

88So, today, remember this slogan: Don't think waste, don't see waste, don't listen to waste, don't speak waste and don’t waste time in wasteful actions.

127Hō . 128Economy kyā hō saktī hai .

89You have gone beyond doing something bad.

129Patra 3 page mē̃ bhī likhā jā saktā hai .

90Now paint an image of the divine character of obedience.

130Kōī kō vistār sē likhnē kā direction miltā hai tō bhal likhō lēkin dō line mē̃ apnī galatī|galtī key|kī kṣhamā lē saktē hō .

91This is known as being a constantly powerful soul. 92Achcha. 93All the teachers are artists.

131Chhipāō nahī̃ , lēkin short mē̃ likhō .

94Do you know how to paint a picture?

132Kitnē patra likhtē haĩ , jinkā kōī sār nahī̃ hōtā .

95You know how to paint a picture of your elevated activity, do you not?

133Bāp kō kahō - mērā yah kām kar lē , mērē kō ṭhīk kar dē , mērā dhandhā ṭhīk kar dē , mērī patnī kō ṭhīk kar dē … aisē patra ēk bār nahī̃ 10 bār bhējtē haĩ .

96So the greatest artists are those who paint an image of their activity at every step. 97And because you paint an image of such activity, your non­living images last for half a cycle.

134Tō ab economy K|kē avatār banō aur banāō .

98So the teachers are the greatest artists.

135Achchhā  ! 136Sabhī kō yah mēlā achchhā lagtā hai nā .

99You create your own image and you also make other souls into artists.

137Duniyā vālē kahtē dō din kā mēlā aur āpkā 4 din kā mēlā hai .

100You teachers are the instruments to make the activity of others elevated.

138Sabhī kō pasand hai nā yah mēlā . 139Achchhā  !

101You remain busy in this, do you not?

140Chārō̃ ōr K|kē sadā samarth ātmāō̃ kō , sadā her|har kadam mē̃ āgyākārī rahnē vālē āgyākārī bachchō̃ kō , sadā vyarth kō samarth mē̃ parivartan karnē vālē viśhva-parivartak ātmāō̃ kō , sadā apnē charitra K|kē chitrakār bachchō̃ kō samarth bāpdādā kā yādpyār aur namastē . 141Bômbē - gujarāt group  : bēhad bāp K|kē arthāt bēhad K|kē mālik K|kē bālak haĩ , aisē samajhtē hō  ? 142Bālak sō mālik hōtā hai , isliē bāpdādā bachchō̃ kō ‘ ‘ mālēkam salām ' ' kahtē haĩ . 143Bēhad bāp K|kē bēhad K|kē varsē K|kē bālak sō mālik hō .

102Remain fully busy.

144Tō bēhad K|kē varsē key|kī khuśhī bhī bēhad hōgī nā . 145Bāp bachchō̃ kō apnē sē bhī āgē rakhtē haĩ .

103If you keep your mind and intellect idle even for a second, then they will be attracted by waste thoughts.

146Viśhva K|kē rājya kā adhikārī bachchō̃ kō banātē haĩ , khud tō nahī̃ bantē .

104You were told that always to receive the instant fruit of service is the sign of a constantly obedient soul.

147Tō vartamān aur bhaviṣhya - dōnō̃ adhikār mil gayē aur dōnō̃ hī bēhad haĩ  !

105Sometimes, you receive the instant visible fruit of service and sometimes you don’t. 106What is the reason for this?

148Satyug mē̃ bhī hadē̃ tō nahī̃ hōṅgī nā - na bhāṣhā key|kī , na raṅg key|kī , na dēśh key|kī . 149Yahā̃ tō dēkhō kitnī hadē̃ haĩ  !

107There is one form of disobedience or another. ‘Teachers’ means those who take every step according to the step of instructions from amrit vela until night time.

150Bēhad K|kē ākāśh kō bhī hadō̃ mē̃ bā̃ṭ diyā hai .

108Are you such teachers or is there sometimes carelessness? 109Don't be careless.

151Vahā̃ kōī had nahī̃ hōtī .

110You are wearing the crown of responsibility.

152Tō bēhad kā rājya-bhāgya hō gayā .

111Sometimes, when the crown feels heavy, it is taken off.

153Lēkin bēhad kā rājya-bhāgya prāpt karnē vālō̃ kō pahlē is samay apnī dēh key|kī had sē parē jānā paṛēgā .

112So, you are not those who take it off, are you? 113To be always obedient means to be always wearing the crown of responsibility.

154Agar dēhbhān key|kī had sē nikalē tō aur sabhī had sē nikal jāyēṅgē .

114All of you are teachers, but such souls are known as worthy teachers, yogi teachers.

155Isliē bāpdādā kahtē haĩ - pahlē dēh sahit dēh K|kē sab sambandhō̃ sē nyārē banō .

115Teachers can never complain. 116You are ones who make others complete, not the ones who complain.

156Pahlē dēh phir dēh K|kē sambandhī .

117You never write such letters saying, "What can I do?

157Tō is dēh K|kē bhān key|kī had sē nikalē hō  ?

118This happened?" 119"This should not have happened."

158Kyōṅki dēh key|kī had kabhī bhī ūpar nahī̃ lē jāyēgī .

120Writing such letters has finished, has it not?

159Dēh miṭṭī hai , miṭṭī sadā bhārī hōtī hai .

121You were told earlier: Definitely write a letter.

160Kōī bhī chīz miṭṭī key|kī hōgī tō bhārī hōgī nā .

122Definitely send a letter to Madhuban, but just write the two lines: "I am always OK."

161Yah dēh tō purānī miṭṭī hai , ismē̃ phansnē sē kyā milēgā  ! 162Kuchh bhī nahī̃ .

123Those who have to read them don't have the time. 124Then you complain that you didn't receive an answer.

163Tō sadā yah naśhā rakhō ki ‘ bēhad bāp aur bēhad varsē kā bālak sō mālik hū̃ .

125Actually, BapDada definitely gives an answer to your letters in the murli every day.

164' jab bālak bannā hai us samay mālik nahī̃ banō aur jab mālik bannā hai us samay bālak nahī̃ banō .

126You write “OK” and in return for your OK BapDada gives you love, remembrance and says namaste.

165Jab kōī rāy dēnī hai , plan sōchnā hai , kuchh kārya karnā hai tō mālik hōkar karō lēkin jab majority dvārā yā nimitt banī ātmāō̃ dvārā kōī bhī bāt final hō jātī hai tō us samay bālak ban jāō , us samay mālik nahī̃ banō . 166Mērā hī vichār ṭhīk hai , mērā hī plan ṭhīk hai - nahī̃ . 167Us samay mālik nahī̃ banō . 168Kis samay rāy bahādur bannā hai aur kis samay rāy mānnē vālā bannā hai - jiskō yah tarīkā ā jātā hai vah kabhī nīchē-ūpar nahī̃ hōtā .

127Is that not a response?

169Vah purūṣhārth aur sēvā mē̃ saphal rahtā hai .

128Time has to be saved. 129Write service news in short.

170Apnē kō mould kar saktā hai , apnē kō jhukā saktā hai .

130Then there will be economy of time, economy of paper and economy of postage.

171Jhuknē vālē kō sadaiv hī sēvā kā phal miltā hai aur apnē abhimān mē̃ rahnē vālē kō sēvā kā phal nahī̃ miltā hai . 172Tō saphaltā key|kī vidhi hai - bālak sō mālik , samay par bālak bannā , samay par mālik bannā .

131In what way can you economize? 132A letter can be written in three pages; if you have been given a direction to write in detail, then you may write, but to ask for forgiveness for your mistake can also be written in two lines.

173Yah vidhi ātī hai  ? 174Agar chhōṭī-sī bāt kō bālak K|kē samay mālik ban kar siddh karē̃gē tō mēhnat jyādā aur phal cum|kam milēgā .

133Do not hide anything, but write it in short. 134There are many letters written which have no purpose in them. 135You say to Baba: Do this work for me.

175Aur jō vidhi kō jāntē haĩ , samay pramāṇ uskō mēhnat cum|kam aur phal jyādā miltā hai . 176Vah sadā muskarātā rahēgā .

136Make me well. 137Put my business right; make my wife well. 138Such letters don’t come just once, they are sent 10 times.

177Svayã bhī khuśh rahēgā aur dūsrō̃ kō dēkhkar K|kē bhī khuśh hōgā .

139Become an incarnation of economy and inspire others to be the same.

178Sirph maĩ baṛā khuśh rahtā hū̃ , yah nahī̃ .

140Achcha. 141You all enjoy this mela, do you not?

179Lēkin khuśh karnā bhī hai tō khuśh rahnā bhī hai , tab rājā banē̃gē . 180Apnē kō mould karē̃gē tō golden age kā adhikār jarūr milēgā . 181Achchhā  !

142The people of the world say the mela takes place for two days, but your mela takes place for four days. 143Does everyone enjoy this mela?

182Dillī group  : bāpdādā sabhī bachchō̃ kō trikāldarśhī śhrēṣhṭh ātmā banātē haĩ . 183Trikāldarśhī arthāt past , prējēṇṭ aur future - tīnō̃ kālō̃ kō jānnē vālē . 184Jō tīnō̃ kālō̃ kō jānnē vālī ātmā hai vah kabhī bhī māyā sē hār nahī̃ khā saktī . 185Kyōṅki vartamān kyā hai aur bhaviṣhya mē̃ kyā hōnē vālā hai - dōnō̃ hī trikāldarśhī ātmā key|kī buddhi mē̃ spaṣhṭ rahtā hai-kyā hū̃ aur kyā bannē vālī hū̃ .

144Achcha.

186Kyā thī-vah bhī jāntē haĩ lēkin naśhā vartamān aur bhaviṣhya kā hai . 187Vartamān samay key|kī list nikālō - kyā hō , tō kitnī lambī list hōgī  ! 188Kitnē title bāp nē diyē  ! 189Aurō̃ kō jō title miltē haĩ vah ātmāō̃ dvārā ātmāō̃ kō miltē haĩ aur alpkāl kā title hōtā hai , ēk janm bhī chalē yā nahī̃ chalē .

145To the constantly powerful souls in all four directions, to the obedient children who remain obedient at every step, to the world transformer souls who transform anything wasteful into something powerful, to the artist children who paint the paintings of their own activities, love, remembrance and namaste from powerful BapDada.

190Āj prime minister kā title milā , kitnā samay chalā  ?

146BapDada meeting a group from Bombay and Gujarat:

191Āj hai kal nahī̃ . 192Tō alpkāl K|kē title huē nā . 193Āpkē title avināśhī haĩ kyōṅki dēnē vālā avināśhī bāp hai .

147Do you consider yourselves to belong to the unlimited Father, that is, that you are the children of the One who is the Master of the unlimited?

194Bāp nē ‘ nūrē ratna ' banāyā tō sārā kalp jahān K|kē nūr ban gayē .

148A child is a master and this is why BapDada as the Master salutes the children.

195Apnē rājya mē̃ bhī viśhva key|kī najarō̃ mē̃ hōṅgē nā  ! 196Tō nūrē jahān hō gayē nā .

149You are the children who are the masters of the unlimited inheritance of the unlimited Father.

197Aur bhakti mē̃ bhī nūrē jahān hōṅgē . 198Sārē jahān kē āgē viśhēṣh ātmāē̃ tō ātī haĩ nā , tab tō pūjtē haĩ .

150So, you would have the unlimited happiness of the unlimited inheritance, would you not? 151The Father places the children ahead of Himself.

199Tō avināśhī hō gayē . 200Tō list nikālō - kitnē title paramātmā dvārā miltē haĩ .

152He gives you children a right to the kingdom of the world; He Himself doesn’t keep that right for Himself.

201Aur avināśhī title tō naśhā bhī avināśhī hōgā nā . 202Jaisē kahā jātā hai ki khuśhī mē̃ sadā uṛtē rahtē haĩ .

153So, you have received a right to both the present and the future, and both are unlimited.

203Khuśhī mē̃ rahnē vālē K|kē pāṅw sadā dharnī sē ū̃chē hōtē haĩ kyōṅki khuśhī mē̃ nāchē̃gē nā .

154There will not be any limitations in the golden age, will there? 155Not of any language, colour or land.

204Tō avināśhī title yād karnē sē natural uṛtē rahē̃gē , is dēh rūpī dharnī par pāṅw nahī̃ hōṅgē .

156Here, there are so many limitations. 157They have distributed the unlimited sky by dividing it into limits.

205Buddhi hai pāṅw .

158There is no limit there.

206Tō buddhi rūpī pāṅw khuśhī sē ūpar rahē̃gē , dēhbhān sē parē rahē̃gē . 207Isliē bāpdādā ‘ phariśhtā ' kahtē haĩ . 208‘ phariśhtē ' kā arth|earth hī hai buddhi rūpī pāṅw dharnī par na hō .

159So, you have the unlimited fortune of the kingdom. 160However, those who are going to attain the unlimited fortune of the kingdom will first of all have to go beyond any limitation of the physical body of this time.

209Na dēh mē̃ , na dēh K|kē sambandh mē̃ , na dēh K|kē purānē padārthō mē̃ . 210Yah hai dharnī . 211Issē ūpar .

161If you go beyond the limitation of physical body consciousness you will be able to go beyond all other limitations.

212Aisē rahtē hō yā kabhī-kabhī dharnī mē̃ ānē key|kī dil hōtī haĩ  ? 213Kabhī dharnī ākarṣhit tō nahī̃ kartī  ?

162This is why BapDada says: First of all, become detached from all bodily relationships, including your body.

214Sthūl chījō̃ kō tō sthūl dharnī ākarṣhit karkē ūpar sē nīchē lē ātī hai lēkin āpkō nahī̃ kar saktī .

163First, the body, and then the bodily relationships. 164So, have you gone beyond the consciousness of this body?

215Tō nīchē ātē hō yā ūpar rahtē hō  ?

165The limitations of the body will never take you up above.

216Phariśhtā kahā̃ bhī jāyēgā tō vardān dēnē yā sandēśh dēnē kē liē , sandēśh diyā aur yah uṛā  !

166The body is clay and this is always heavy. 167Anything made of clay would be heavy, would it not?

217Tō agar dēhdhāriyō̃ K|kē sambandh mē̃ ātē bhī hō tō ūpar sē āyē , sandēśh diyā aur yah uṛā .

168This body is old clay, so what would you receive by becoming trapped in it?

218Aisē hai nā  ! 219Achchhā  !

169Nothing at all.

220Bômbē group  : sva-sthiti key|kī śhakti sē kisī bhī paristhiti kā sāmnā kar saktē hō nā  ! 221Sva-sthiti arthāt ātmik-sthiti .

170So, always have the intoxication that you are the children who are masters of the unlimited Father, that is, of an unlimited inheritance.

222Par-sthiti vyakti vā prakr̥iti dvārā ātī hai . 223Agar sva-sthiti śhaktiśhālī hai tō uskē āgē par-sthiti kuchh bhī nahī̃ hai .

171When you have to become a child, do not become a master at that time and when you have to become a master, do not become a child at that time.

224Prakr̥iti K|kē bhī mālik āp hō nā  ! 225Āpkē parivartan sē prakr̥iti kā parivartan hōtā hai .

172When any advice has to be given, when a plan has to be made or a task has to be accomplished, then do that as a master.

226Is samay āp satōpradhān ban rahē hō tō prakr̥iti bhī tamō sē satō mē̃ parivartan hō rahī hai .

173However, when anything is finalised by the majority or the instrument souls, then become a child at that time.

227Āp rajōguṇī bantē hō tō prakr̥iti bhī rajōguṇī bantī hai .

174At that time, do not become a master. 175“Only my idea is good.

228Tō śhrēṣhṭh kaun huā  ?

176Only my plan is good.” 177No.

229Āp huē nā . 230Isliē sva-sthiti mē̃ sithat rahnē vālā kabhī paristhiti sē ghabrātā nahī̃ hai kyōṅki powerful kabhī kamzōr sē nahī̃ ghabrātā . 231Vyakti dvārā bhī paristhiti ātī hai .

178Do not become a master at that time. 179Those who know the method of when to become an adviser and when to become one who follows the advice given will never fluctuate.

232Tō ājkal K|kē vyakti bhī tō tamōguṇī haĩ nā  ! 233Āp tō satōguṇī hō .

180They remain successful in their efforts and service.

234Tō tamōguṇ powerful nahī̃ , satōguṇ powerful hai . 235Kaī aisā samajhtē haĩ - aur paristhitiyō̃ sē tō pār hō jātē haĩ lēkin jab kōī brāhmaṇ ātmā dvārā paristhiti ātī hai tō usmē̃ ghabrā jātē haĩ , usmē̃ thōṛā ‘ ‘ kyā-kyō̃ ' ' mē̃ chalē jātē haĩ . 236Lēkin jis samay kōī bhī brāhmaṇ ātmā mē̃ māyā pravēśh hōtī hai us samay brāhmaṇ ātmā nahī̃ hai , vaśhībhūt hai . 237Isliē ussē bhī ghabrā nahī̃ saktē .

181They are able to mould themselves and make themselves bow down.

238Kōī bhī brāhmaṇ ātmāē̃ agar vaśhībhūt haĩ tō vaśhībhūt par rahm ātā hai , taras paṛtā hai . 239Vaśhībhūt par kabhī jōśh nahī̃ ātā .

182Those who bow down always receive the fruit of service, whereas those who have their own ego do not receive the fruit of service.

240Kōī jān-būjhakar kuchh kartā hai tō us par jōśh ātā hai .

183So the method of success is: To be a child and a master.

241Tō jab brāhmaṇ ātmā bhī vaśhībhūt hai tō rahm key|kī bhāvnā rakhō .

184Be a child at the right time and be a master at the right time. 185Do you know this method?

242Phir ghabrāyēṅgē nahī̃ , aur hī us ātmā key|kī sēvā karnē lag jāyēṅgē . 243Śhubh bhāvnā , śhubh kāmnā dvārā sēvā karē̃gē .

186If you try to prove a minor thing by being a master when you have to be a child, it would then require more work and you would receive less fruit.

244Tō sva-sthiti vālā kisī bhī prakār key|kī paristhiti sē ghabrā nahī̃ saktā kyōṅki knowledgeful ātmā hō gaī .

187However, those who know the method will receive more fruit for less labour, according to the time. 188They will always be smiling.

245Tīnō̃ kālō̃ key|kī , sarv ātmāō̃ key|kī knowledge hai .

189They themselves will remain happy and they will also be happy seeing others.

246Knowledgeful vā trikāldarśhī kabhī ghabrā nahī̃ saktē . 247Sadā hī kisī bhī paristhiti mē̃ muskarātē rahē̃gē .

190It should not just be “I am always very happy”, but you also have to make others happy as well, for only then will you become a king.

248Harṣhit hōṅgē , paristhiti sē ākarṣhit nahī̃ hōṅgē .

191If you mould yourself, you will definitely receive a right to the golden age.

249Agar kōī bhī paristhiti mē̃ fail hōtē haĩ tō paristhiti key|kī taraph ākarṣhit hō gayē nā  !

192Achcha. 193Blessing: May you be a true tapaswi server and do tapasya while keeping the knowledge of the whole tree in your awareness.

250Jō harṣhit hōgā vah sākṣhī hōkar khēl dēkhēgā , ākarṣhit nahī̃ hōgā .

194On the path of devotion, they show tapaswis sitting under trees doing tapasya.

251Tō āp sab kaun hō  ?

195This also has a meaning.

252Harṣhit rahnē vālē yā ākarṣhit hōnē vālē  ?

196You children reside among the roots of the world kalpa tree.

253Paristhitiyā̃ aur hī mahāvīr banātī haĩ . 254Kyōṅki paristhiti kō jāntē jātē hō nā  !

197By sitting under the tree, you automatically have knowledge of the whole tree in your intellect.

255Anubhav key|kī athārṭī baṛhtī jāyēgī . 256Tō aisē mahāvīr hō yā kabhī-kabhī kamzōrī kā bhī majā lē lētē hō  ?

198So, keep the knowledge of the whole tree in your awareness and observe this tree as a detached observer.

257Ēk bār bhī kōī kamzōrī kō dhāraṇ kiyā tō ēk kamzōrī ānā mānā sab kamzōriyō̃ kā ānā .

199This intoxication will bring you happiness and your battery will become charged through that.

258Ēk bhūt āyā tō sabhī bhūt ā jāyēṅgē .

200Then, even while doing service, you will also have tapasya.

259Chāhē viśhēṣh rūp mē̃ kōī ēk bhūt hō lēkin chhipē huē sab bhūt ātē haĩ .

201Slogan: The illness of the body is not a big thing, but your mind should never become ill.

260Isliē abhī bhūtō̃ sē mukt banō .

202* * * O MS H A N T I * * *