रविवार 31 दिसंबर 1989 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 131-12-89 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 31-12-89 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Nayē varṣh par avyakt bāpdādā K|kē mahāvākya 3Āj nav viśv-nirmātā , viśhva K|kē bāp apnē samīp sāthī nav-nirmāṇakarttā bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .
1Today, Today, the Father of the world, the Renewer of the world, is seeing His children who are close companions in carrying out the renewal. 2All the children sitting here are close in relationship for the task of the renewal.
4Āp sab bachchē bāp K|kē nav-nirmāṇ karnē K|kē kārya mē̃ samīp sambandhī hō .
3Matter also in fact becomes cooperative in the task of the renewal of the world.
5Vaisē viśhva nav-nirmāṇ K|kē kārya mē̃ prakr̥iti bhī sahyōgī bantī hai , vartamān samay K|kē nāmīgrāmī vaigyānik bachchē bhī sahyōgī bantē haĩ lēkin āp sabhī samīp K|kē sāthī hō .
4The present wellknown scientist children are also cooperative, but all of you are close companions. 5What is the special task of all the children in their new life, that is, in their Brahmin life?
6Sabhī bachchō̃ K|kē is brāhmaṇ-jīvan kā viśhēṣh karttavya athavā sēvā kyā hai ?
6What is your service? 7What service are you doing? 8This is what you are doing, are you not?
7Din-rāt sēvā K|kē umaṅg-utsāh mē̃ uṛ rahē hō .
9Day and night you fly with the enthusiasm of service. 10For which task?
8Kis kārya kē liē ?
11In order to make the world new.
9Viśhva kō nayā banānē kē liē .
12You remain busy in this.
10Duniyā vālē tō nayā varṣh manātē haĩ lēkin āpkī dil mē̃ yah lagna hai-is viśhva kō aisā nayā banā dēvē̃ jō sab bātē̃ naī hō jāē̃ .
13The people of the world are celebrating the new year, but what is the love in your heart? 14Let me make this world so new that every thing becomes new.
11Manuṣhya ātmāyē̃ , chāhē prakr̥iti - satōpradhān naī ban jāē . 12Purānī duniyā kō tō dēkh hī rahē hō .
15Human souls and also matter should become new, because in the old world you are seeing that there are cries of sorrow allaround.
13Chārō̃ ōr hāhākār hai . 14Tō hāhākār ' key|kī duniyā sē jay-jayakār ' key|kī duniyā banā rahē hō jismē̃ her|har ghaṛī , her|har karma , her|har vastu naī ban jāyēgī .
16You are changing the world in which there are cries of sorrow into a world in which there are cries of victory, a world in which every moment, every action and everything will be new.
15Vaisē bhī har ēk vyakti kō sab kuchh nayā hī achchhā lagtā hai nā .
17What do all individuals like anyway: new or old? 18They like new, do they not?
16Purānī chīzē̃ agar achchhī bhī lagtī haĩ tō yādagār-mātra , use karnē kē liē achchhī nahī̃ lagē̃gī .
19Even if they like something old, it is only as a memorial, they don't like to use it. 20They keep them in museums as memorials, but everyone likes new things.
17Sirph myūjayam mē̃ yādgār banākē rakhē̃gē lēkin naī chīz har ēk kō pasand ātī haĩ .
21At this time for you Brahmin souls, even though the world is old, it is a new world.
18Is samay āp brāhmaṇ ātmāyē̃ purānī duniyā mē̃ hōtē huē bhī naī duniyā mē̃ hō .
22Other souls are in the world, but where are you? 23Do you live in the old world?
19Dūsrī ātmāyē̃ purānī duniyā mē̃ haĩ lēkin āp kahā̃ hō ?
24Do you live in kaliyug? 25You are in the new age of the confluence.
20Āp nayē yug saṅgam ' ' par rahtē hō .
26You are Brahmins, not what you were before.
21Purānā jīvan samāpt hō gayā aur ab nayē brāhmaṇ-jīvan mē̃ hō .
27The people of the world celebrate the new year for one day, but what do you celebrate?
22Duniyā vālē ēk din nayā varṣh manātē haĩ lēkin āpkā tō hai hī nayā yug , naī jīvan .
28You have a new life, you are in the new age and your every action is new. 29Every second is new. 30It is like this, is it not?
23Her|har karma , her|har second nayā hai .
31You don't ever return to the old world, do you?
24Tum hō saṅgam par . 25Ēk taraph purānī duniyā aur dūsrī taraph naī duniyā dēkh rahē hō .
32Because you are at the confluence, on one side you are seeing the old world and on the other side you are seeing the new world.
26Tō buddhi kis taraph jātī hai ?
33And so, in which direction does your intellect go?
27Nayē taraph vā kabhī-kabhī purānī duniyā taraph bhī chalī jātī hai ?
34Is it towards the new or the old? 35Or does it go there sometimes?
28Purānī duniyā achchhī lagtī hai kyā ?
36Why does the intellect go to the old world?
29Jō chīz achchhī nahī̃ lagtī tō vahā̃ buddhi kyō̃ jātī hai ?
37Is that of the double foreigners pulled? 38Do you like the old world?
30Purānī duniyā sē duḥkh , aśhānti , parēśhānī K|kē anubhav kar liyē haĩ yā abhī thōṛā anubhav karnā hai ? 31Āj tō milnē aur manānē kē liē āyē haĩ .
39Does the intellect go towards that which you do not like? 40Do you like the old world? 41Have you already experienced sorrow, peacelessness and distress in the old world, or do you still want to experience it a little?
32Āp sabhī bhī dūrdēśh sē ākar pahuñchē hō nayā varṣh manānē liē .
42Do you still want to? 43You don't want to experience it, do you?
33Tō nayē varṣh kē liē , apnē liē , viśhva key|kī sēvā kē liē aur apnē samīp sāthiyō̃ kē liē , prakr̥iti kē liē aur apnē dūr K|kē parivār kē liē kyā sōchā ?
44It is good to experience a little, is it not? 45Do you like the new world? 46Do the pandavs like it? 47Today, BapDada has come to meet and to celebrate, not to conduct a murli.
34Nayē varṣh mē̃ kyā nayā karē̃gē ?
48Why have all of you reached here from far places?
35Sirph apnē liē tō nahī̃ sōchnā hai nā !
49To celebrate the new year.
36Bēhad K|kē bāp K|kē bachchē āp bhī bēhad K|kē hō .
50This is why you have come here, is it not?
37Tō̃ sabkā sōchē̃gē nā , kyōṅki is samay bāpdādā kē sāth āp sabhī key|kī bhī jimmēvārī hai . 38Bāp hai karāvanhār lēkin karnē kē nimitt āp tō hō nā !
51What new thoughts have you had for the new world, for yourself, for the service of the world, for your close companions, for matter and for your distant family? 52You must have thought something.
39Bāpdādā nē dō varṣh pahlē - nayē varṣh mē̃ kyā navīntā lānī hai vah direction diyē thē .
53The new year is beginning, and so what new thing will you do? 54You no longer think about yourself, do you?
40Bīch mē̃ ēk varṣh extra mil gayā . 41Tō āj amr̥itvēlē bāpdādā dēkh rahē thē ki har ēk bachchē nē apnē mē̃ navīntā kahā̃ tak lāī hai !
55You are the children of the unlimited Father, and so you also are unlimited. 56So will you only think about yourself or will you think about everyone? 57Will you think about yourself?
42Mansā mē̃ , vāṇī mē̃ , karma mē̃ kyā navīntā lāī aur sēvā-samparka mē̃ kyā navīntā lāī ?
58What have both the foreigners and Bharatwasis thought of in their mind? 59Or, have you thought that you will do whatever Baba says?
43Jō aglē varṣh mansā kā chart rahā vah abhī mansā kā chart kyā hai ?
60Because at this time, it is the responsibility of all of you as well as BapDada.
44Aisē sab bātō̃ kā chart check karō . 45Navīntā arthāt viśhēṣhtā .
61Baba is Karankaravanhar, but who are the instruments to do it?
46Sab bātō̃ mē̃ viśhēṣhtā lāī ?
62You are, are you not? 63So what have you thought?
47Mansā key|kī viśhēṣhtā uṛtī kalā K|kē hisāb sē kaisī hai ?
64Have you not thought? 65Have you thought about it?
48Uṛtī kalā vālō̃ key|kī viśhēṣhtā arthāt her|har samay her|har ātmā kē prati svataḥ hī śhubhbhāvnā aur śhubhkāmnā K|kē śhuddha vibration apnē kō aur dūsrō̃ kō bhī anubhav hō̃ arthāt man sē her|har samay sarv ātmāō̃ prati duāyē̃ svataḥ hī nikaltī rahē̃ .
66Today at amrit vela, BapDada was seeing the children concerning the direction that He gave two years ago about the newness that had to be brought into the new year. 67You gained an extra year, did you not? 68So BapDada was seeing to what extent each child has brought newness into his life.
49Mansā sadā is sēvā mē̃ busy rahē .
69What newness have you brought into the mind?
50Jaisē vāchā key|kī sēvā mē̃ sadā busy rahnē K|kē anubhavī hō gayē hō .
70What newness have you brought into your words and what is the newness in action?
51Agar sēvā nahī̃ miltī tō apnē kō khālī anubhav kartē hō .
71What newness have you brought into connections and service?
52Aisē her|har samay vāṇī K|kē sāth-sāth mansā sēvā svataḥ hī hōnī chāhiē .
72All of you said that you like newness, did you not? 73So it is good to bring that which is good into your life.
53Vāchā sēvā K|kē bahut achchhē plans banātē hō .
74Today, the Madhuban niwasis are also especially sitting here.
54Yah conference karē̃gē - national karē̃gē , abhī iṇṭaranēśanal karē̃gē , vargīkaraṇ key|kī karē̃gē .
75Where are the Madhuban niwasis? 76Raise your hand. 77Where are the kumaris and the mothers of Madhuban sitting?
55Tō vāchā key|kī sēvā mē̃ apnē kō busy rakhnē kē liē ēk kē pīchhē dūsrā plan pahlē hī sōchtē hō .
78What newness has each one of you brought into yourself? 79What is the chart of your mind for in the past year?
56Ismē̃ busy rahnā ā gayā hai .
80Check the chart of every aspect separately.
57Majority achchhē umaṅg sē is sēvā mē̃ āgē baṛh rahē haĩ .
81Newness means speciality. 82In which aspect must you bring about newness?
58Busy rahnē kā tarīkā ā gayā hai .
83All you have to do is to bring about a speciality, is it not?
59Lēkin mansā sēvā mē̃ bhī busy rahē̃ - ismē̃ minority haĩ , majority nahī̃ haĩ .
84To bring newness means to bring a speciality of the flying stage into the mind.
60Jab kōī aisī bāt sāmnē ātī hai tō us samay viśhēṣh mansā sēvā key|kī smr̥iti ātī hai . 61Lēkin nirantar jaisē vāchā sēvā natural hō gaī hai , aisē mansā sēvā bhī sāth-sāth aur natural hō .
85The speciality of those with a flying stage is that there is automatically the experience of the vibrations of good wishes and pure feelings for other souls and for the self. 86That is, there should automatically be blessings emerging for every soul.
62Yah viśhēṣhtā aur jyādā chāhiē .
87Let the mind constantly be busy with this service.
63Vāṇī K|kē sāth-sāth mansā sēvā bhī kartē rahō tō āpkō bōlnā cum|kam paṛēgā .
88You have already become experienced in constantly being busy with words.
64Bōlnē mē̃ jō energy lagātē hō vah mansā sēvā K|kē sahyōg kāraṇ vāṇī key|kī energy jamā hōgī aur mansā key|kī śhaktiśhālī sēvā saphaltā jyādā anubhav karāyēgī . 65Jitnā abhī tan , man , dhan aur samay lagātē hō , ussē bahut thōṛē samay mē̃ saphaltā jyādā milēgī aur jō apnē prati bhī kabhī-kabhī mēhnat karnī paṛtī hai - apnī nature kō parivartan karnē key|kī vā saṅgaṭhan mē̃ chalnē key|kī vā sēvā mē̃ saphaltā kabhī cum|kam dēkh dilśhikasta hōnē key|kī , yah sab samāpt hō jāyēgī . 66Chhōṭī-chhōṭī bāt jō baṛī ban jātī hai vah sab aisē samāpt hō jāyēgī jō āp svayã sōchē̃gē ki yah tō jādū hō gayā !
89If you do not have the opportunity to serve through words, you feel yourself to be empty and bored.
67Abhī jādūmantr pasand ātā hai nā ! 68Tō yah abhyās jādū kā mantra hō jāyēgā .
90At all times, there should be service through the mind at the same time as you are serving through words.
69Jahā̃ mantra hōtā hai vahā̃ antar jaldī ātā hai , isliē jādūmantra kahtē haĩ .
91You make very good plans for service through words. 92You do, do you not?
70Tō nayē varṣh mē̃ jādū kā mantra use karō .
93This is the programme we will do now, that is what we will do.
71Yah navīntā vā viśhēṣhtā karō aur jādū kā mantra kyā hai ? 72Mansā aur vācā-dōnō̃ kā male|mail|mēl karō .
94We will organize a conference now, and then a national conference and then an international conference.
73Dōnō̃ kā balance , dōnō̃ kā milan - yahī jādū kā mantra hai .
95We will have a sneh milan and then programmes for different professionals.
74Jab mansā mē̃ sadā śhubh bhāvnā vā śhubh duāyē̃ dēnē kā natural abhyās hō jāyēgā tō mansā āpkī busy hō jāyēgī .
96How many programmes do you make? 97So you think about programmes one after another in advance to keep yourselves busy with the service through words.
75Man mē̃ jō halchal hōtī hai , ussē svataḥ hī kinārē hō jāyēṅgē . 76Apnē purūṣhārth mē̃ jō kabhī dilśhikasta hōtē hō vah nahī̃ hōṅgē .
98This is now completing, what will happen next? 99You have asked the question that now the Global Cooperation programme is finishing, what will happen after that?
77Jādūmantra hō jāyēgā .
100You think like this, do you not?
78Saṅgaṭhan mē̃ kabhī-kabhī ghabrā jātē hō .
101You know how to keep busy with words.
79Sōchtē hō - hamnē tō vāydā kiyā thā bāp aur maĩ ' ' , yah thōṛē hī vāydā kiyā thā ki saṅgaṭhan mē̃ rahē̃gē .
102The majority are moving forward well with this enthusiasm. 103But there is not a majority in remaining busy in service through the mind as well, there is a minority.
80Bāp tō bahut achchhā hai , bāp kē sāth rahnā bhī bahut achchhā hai lēkin saṅgaṭhan mē̃ sabkē saṅskārō̃ mē̃ rahnā , yah bahut muśhkil hai .
104The majority are reminded of service with the mind when there is a chance or when they come up against something in particular.
81Lēkin yah bhī bahut sahaj hō jāyēgā kyōṅki man sē , dil sē her|har ātmā kē prati duāyē̃ , śhubhbhāvnā , śhubhkāmnā powerful hōnē K|kē kāraṇ dūsrē K|kē saṅskār dab jāyēṅgē .
105But there is not a majority in this as there is in constantly remaining busy in service through words. 106It is a minority. 107There is a majority when there is awareness of service.
82Vah āpkā sāmnā nahī̃ karē̃gē aur dabtē-dabtē samāpt hō jāyēṅgē . 83Phir kahē̃gē - hā̃ , ham 40 kē sāth bhī rah saktē haĩ .
108However, just as service through words has become natural, so together with that, there also has to be service through the mind and it should also be natural.
84Is varṣh chārō̃ ōr K|kē dēśh-vidēśh K|kē bachchō̃ kō yah her|har samay key|kī navīntā vā viśhēṣhtā apnē mē̃ lānī hai .
109This speciality is needed further. 110If you also do service through the mind at the time of speaking, you will have to speak less.
85Kabhī-kabhī sōchtē hō nā ki abhī tō 9 lākh pūrē nahī̃ huē haĩ .
111You use energy to speak, that energy of words will be saved due to the cooperation of the mind.
86Ant tak 33 krōṛ dēvtāyē̃ haĩ - uskī tō bāt hī chhōṛō .
112And there will be the experience of greater success through the powerful service through the mind.
879 lākh tō achchhī ātmāyē̃ chāhiē . 88Pahlī rājdhānī mē̃ achchhī ātmāyē̃ chāhiē . 89Prajā bhī achchhī number one chāhiē .
113At the moment you use mind, body, wealth and time a great deal in running around a lot, but there will be success in a much shorter time than that.
90Kyōṅki van-van-van śhurū hōgā . 91Tō usmē̃ jō bhī prakr̥iti hōgī , vyakti hōṅgē , vaibhav hōṅgē - vē|way sab number one hōṅgē .
114Sometimes, you have to make effort for yourself in changing your nature or in being able to get on in the gathering, or in not losing hope due to a lack of success in service.
92Tō abhī number one prajā 9 lākh banāī hai ? 93Kitnē lākh taiyār kiyē haĩ ?
115All of this will finish. 116Small matters now become big, but all of that will finish.
94Āp jō report banātē hō usmē̃ tō kabhī-kabhī vālē bhī add kartē hō nā .
117Then you yourselves will think that there has been magic. 118So you like a magic mantra, do you not?
95Lēkin abhī tō ādhā bhī nahī̃ huā hai .
119You do not like to labour, do you?
96Number one prajā bhī kam sē kam bāp K|kē snēh kā anubhav avaśhya karēgī .
120This practice will become the magic mantra. 121Where there is a mantra, there is a difference very quickly.
97Sahyōg mē̃ rahtē haĩ , vah pahlā kadam hai .
122This is why it is called a magic mantra.
98Lēkin dūsrā kadam hai sahyōgī , snēhī banē̃gē .
123So what will you do in the new year? 124Use a magic mantra.
99Samarpaṇ nahī̃ hō , vah dūsrī bāt hai lēkin sadā bāp kā snēh rahē .
125Let there be this newness, that is, bring about this speciality. 126What other magic mantra is there?
100Sirph parivār vā bhāī-bahinō̃ kā snēh nahī̃ .
127Let there be the meeting of the mind and the words.
101Abhī yahā̃ tak pahũchē haĩ - jō sēvā kartē haĩ unhō̃ prati snēhī bantē .
128Let there be the balance of the two and the meeting of the two; this is the magic mantra. 129Why is that?
102Lēkin bāp K|kē snēh key|kī anubhūti karē̃ . 103Unhō̃ K|kē bhī dil sē bābā nikalē tab tō prajā banē̃gē .
130When the practice of giving good wishes and pure blessings through the mind has been developed naturally, your mind will become busy.
104Brahmā key|kī prajā , pahlē viśhva-mahārājan key|kī banēgī .
131You will not then lose hope in the mind in the way that you do now.
105Jiskī prajā bannī hai , uskā snēh tō abhī sē chāhiē nā .
132So this is a magic mantra, is it not? 133Sometimes, you get frightened in the gathering.
106Yah jō sōchtē hō nā ki abhī tō bahut sēvā paṛī hai , vah is mansā-vāchā key|kī sammilit sēvā mē̃ vihaṅg-mārga key|kī sēvā kā prabhāv dēkhē̃gē .
134You are all right when you are alone, but then when you have to come into the gathering you get a little frightened. 135Because you think: The promise I made was: Baba and I.
107Pahlē key|kī sēvā sē abhī key|kī sēvā kō vihaṅg-mārga key|kī sēvā kahtē hō . 108Āgē chal karkē aur vihaṅg-mārga key|kī sēvā kā anubhav karē̃gē .
136I did not promise to live in the gathering. 137Baba is very good and to live with Baba is very good, but to live with the sanskars of others is very difficult.
109Bāpdādā bachchō̃ key|kī sēvā sē khuśh haĩ .
138However, this also will become easy.
110Jab ēk-ēk key|kī sēvā kō dēkhtē haĩ tō ēk-ēk kē prati bahut snēh paidā hōtā hai . 111Dēśh chāhē vidēśh mē̃ sēvā key|kī dhun tō achchhī lagī huī hai . 112Kitnē gānvō̃ mē̃ chārō̃ ōr sēvā phail rahī hai !
139If there are only blessings, good wishes and pure feelings for other souls, then because your pure feelings are powerful the sanskars of others will get buried. 140They will not oppose you, but as they continue to keep being buried they will eventually finish.
113Mēhnat tō kartē haĩ lēkin snēh K|kē kāraṇ mēhnat nahī̃ lagtī hai .
141Then it will become easy. 142They will say: Yes, we will be able to live with forty.
114Bhāgdauṛ karkē apnē kō busy rakhnē key|kī yukti achchhī kartē haĩ .
143It is not just four we can stay with but forty. 144It is like this, is it not?
115Bāp kā snēh aur bāp key|kī madad aisē chalā rahī hai . 116Bāpdādā bachchō̃ kō dēkh khuśh hōtē haĩ - kitnī sēvā kartē rahē haĩ ! 117Jahā̃ tak jaisē kī hai , bahut achchhā kiyā hai .
145You have courage, do you not? 146So this year, children from all four directions, not only the double foreigners, but the children from this land also have to bring about this newness and speciality at all times.
118Abhī aur vihaṅg-mārga key|kī sēvā kē liē jō vidhi sunāī , issē quality key|kī ātmāyē̃ samīp āyēṅgī aur vah quality key|kī ātmāyē̃ anēkō̃ kē nimitt banē̃gī .
147All of you sometimes think that as yet there are not even the whole nine hundred thousand, let alone three hundred and thirty million deities that exist by the end of the silver age.
119Ēk sē anēk hōtē huē vihaṅg-mārga key|kī sēvā hō jāyēgī .
148As yet, there are not even the nine hundred thousand.
120Lēkin quality key|kī sēvā mē̃ unhō̃ kō nimitt banānē athavā unhō̃ key|kī buddhi kō touch karnē kē liē apnī mansā ' bahut śhaktiśhālī chāhiē kyōṅki quality vālī ātmāyē̃ vāṇī mē̃ tō pahlē hī hōśhiyār hōtī haĩ lēkin anubhūti mē̃ kamzōr hōtī haĩ , bilkul hī khālī hōtī haĩ .
149And the nine hundred thousand should be good souls; good souls are needed in the first kingdom. 150The subjects must also be good. 151The subjects have to be number one, because in the year 111 matter, individuals, possessions, everything will be number one. 152So have you created the number one subjects of nine hundred thousand?
121Tō jō jis bāt mē̃ kamzōr hōtē haĩ , uskō usī kamzōrī kā hī tīr lag saktā hai aur jab anubhūti hōtī hai tab samajhtē haĩ ki yah tō hamārē sē ū̃chē haĩ .
153O.K., maybe the rulers will be sixteen thousand, one hundred and eight, but how many are there out of the nine hundred thousand? 154How many hundreds of thousands have to be prepared?
122Nahī̃ tō kabhī-kabhī mix kar dētē - āp lōg bhī bahut achchhē haĩ aur bhī sab achchhē haĩ , āpkō bhī bhagvān āśhīrvād dē .
155When you prepare a list, you even include in that those who come sometimes. 156You are laughing about this. 157All right, include those also, but even then, how many are there?
123Yahī kahkē samāpt kar dētē haĩ .
158There are three hundred thousand now.
124Lēkin yah āśhīrvād sē chal rahē haĩ , paramātm-āśīrvād sē inhō̃ key|kī jīvan hai - ab yah anubhūti karānī hai .
159Actually, there are even less than that, but let us say three hundred thousand. 160There are still not even half.
125Abhī tō thōṛā-thōṛā abhimān hōtā hai .
161The number one subjects will at least experience Baba's love.
126Apnē kō baṛā samajhnē kāraṇ samajhtē haĩ ki inhō̃ kō himmat dilātē haĩ .
162The step is that they remain in co operation. 163The second step is that they will be cooperative and loving.
127Lēkin phir samajhē̃gē ki yah hamkō bhī himmat dilānē vālē haĩ .
164They will at least be the ones who stay in Baba's love.
128Abhī aisā jādū kā mantra chalāō . 129Abhī tō vāṇī key|kī sēvā dvārā dharnī banāī hai , hal chalāyā hai , dharnī kō sīdhā kiyā hai .
165They will not surrender, that is something else, but they will constantly have Baba's love, not only the love of the family and the love of the brothers and sisters.
130Itnī result nikālī hai .
166At the moment, they have come this far.
131Bīj bhī ḍālā hai lēkin abhī us bīj kō prāpti kā pānī chāhiē .
167There definitely has to be love for those who do service.
132Tō phal nikalnē kā anubhav karē̃gē . 133Mansā key|kī quality kō baṛhāō tō quality samīp āyēgī .
168They have come as far as having the experience of the Father's love, but Baba should emerge in their heart also.
134Ismē̃ double sēvā hai .
169Only then will they become subjects.
135Sva key|kī bhī aur dūsrō̃ key|kī bhī .
170They will become the subjects of Brahma.
136Sva kē liē alag mēhnat nahī̃ karnī paṛēgī .
171They will become the subjects of the first world emperor.
137Prālabdh prāpt hai , aisī sthiti anubhav hōgī .
172So there has to be love for those whose subjects they are.
138Bhaviṣhya prālabdh tō hai - viśhva kā rājya lēkin is samay key|kī prālabdh hai - sadā svayã sarv prāptiyō̃ sē sampann rahnā aur sampann banānā ' ' .
173So at the moment, you think that there is a lot of service left, but with the service of the mind and words together, there will be service with a fast speed and the effect of that will be great.
139Is samay key|kī prālabdh sabsē śhrēṣhṭh hai . 140Bhaviṣhya key|kī tō hai hī guarantee . 141Bhagvān key|kī gāraṇṭī kabhī badal nahī̃ saktī .
174Compared with service previously, you call service now the service with a fast speed, but as you go further, you will experience service to have an even faster speed.
142Tō aisā nayā varṣh manāyēṅgē nā ?
175BapDada is pleased seeing the children's service.
143Sabsē pahlē sēvā ārambh kaun karēgā ? 144Madhuban !
176He is not complaining, He is pleased. 177However, there has to be newness.
145Kyōṅki madhuban vālō̃ kō kahtē haĩ - cul par bhī haĩ aur dil par bhī haĩ , bēhad K|kē bhaṇḍārē sē sadā brahmā bhōjan khānē vālē haĩ .
178When Baba looks at the service each one does from morning till night, a lot of love emerges. 179You are doing so much. 180In this land and abroad, there is deep concern for service.
146Vaisē tō is samay āp sab madhuban mē̃ baiṭhē hō , madhuban nivāsī hō aur āp lōgō̃ sē agar kōī pūchhē - āpkī permanent address kaun-sī hai ?
181Look, in this land also, you are expanding into the villages in all four directions. 182You make effort, but because of love, it does not feel like effort.
147Tō madhuban hī kahē̃gē nā ! 148Vā jahā̃ rahtē hō vah permanent address hai ?
183So BapDada sees that you create good yuktis to run around and keep yourself busy.
149Brahmākumār / kumārī arthāt permanent address ēk hī hai , bākī vahā̃ sēvā kē liē bhējā gayā hai .
184Ordinarily, so much service would not be possible, but Baba's love and Baba's help are making you move in such a way that you are not able to be stationary. 185You cannot stop moving.
150Aisē nahī̃-ham tō vidēśhī haĩ , nahī̃ .
186You cannot stay without doing service, we will do it.
151Ham brāhmaṇ haĩ , bāp nē vahā̃ bhējā hai sēvā arth|earth .
187So BapDada is pleased seeing how much service the children do.
152Yah buddhi key|kī touching sē āpkō vahā̃ bhējā gayā hai .
188So BapDada is pleased seeing the children and seeing how much they are doing.
153Bāp K|kē saṅkalp sē vahā̃ pahũchē hō . 154Rājya bhārat mē̃ karē̃gē vā landan mē̃ ?
189Whatever you have done up until now, however you have done it, it has been done very well.
155Kabhī bhī yah nahī̃ sōchnā ham tō vidēśh mē̃ paidā huē haĩ tō vahā̃ K|kē haĩ .
190Now in future, for a fast speed of service, through the method that you have just heard about, good quality souls will become instruments for many.
156Brahmā sē paidā huē na ki vidēśh sē .
191So from one, many will then come and there will be service with a fast speed.
157Nahī̃ tō phir vidēś-kumār , vidēśhī kumārī kahlāō .
192Quality service will take place with a fast speed even though there will be many.
158Brahmākumār / brahmākumārī hō nā ! 159Jaisē bhārat mē̃ kōī U|you . pī|P . K|kē haĩ , kōī dēhlī K|kē haĩ .
193However, in order to make them instruments to do quality service, in order to touch their intellects, your mind has to be very powerful.
160Vaisē āp bhī sēvā arth|earth gayē hō vidēśh mē̃ . 161Vidēśhī hō nahī̃ .
194Quality souls are already clever with words, but in which aspect are they weak?
162Yah naśhā hai nā .
195In experience.
163Sēvā sthān vah hai , janm sthān madhuban hai .
196They are completely empty of experience.
164Vah hisāb-kitāb khatm huā tab tō brāhmaṇ banē̃ .
197They can only be hit by that arrow of experience when they have an experience.
165Hisāb khatm tō hisāb kā kitāb hī jal gayā .
198They understand that no, these people are more elevated than we.
166Government sē chhūṭnē kē liē bhī kitāb kō hī jalā dētē haĩ nā .
199Otherwise, they get mixed up and say: You people are very good, but others are also very good.
167Tō purānā khātā khatm kar diyā nā !
200May God bless you: they finish by saying this.
168Kōī hōśhiyār hōtē haĩ tō vah pūrā hī apnā khātā khatm kar dētē haĩ aur jō hōśhiyār nahī̃ hōtē vah kahī̃-n kahī̃ karj mē̃ aṭakē huē hōtē haĩ , udhār mē̃ phansē huē hōtē haĩ . 169Hōśhiyār kabhī bhī phansē huē nahī̃ hōtē .
201But they have yet to experience that you are moving forward with blessings, that your life is based on blessings from God. 202At the moment, they have a bit of arrogance. 203Because they consider themselves to be greater, they think that they are giving you courage, but now they should think that you are giving them courage.
170Tō hisāb kā kitāb khatm mānā kōī udhār nahī̃ , sab khātē sāph .
204Now there should be this magic. 205So you have ploughed the fields, have you not?
171Sabsē achchhī rīti-rasma brāhmaṇō̃ kī hai . 172Achchhā .
206You have smoothed the land, there has at least been this result.
173Chārō̃ ōr K|kē sarv sēvā K|kē samīp sāthiyō̃ kō , sarv himmatvān aur bāp K|kē madad K|kē pātr ātmāō̃ kō , sadā mansā aur vāchā - double sēvā sāth-sāth karnē vālē vihaṅg-mārga K|kē sēvādhāriyō̃ kō , sadā bāp K|kē samān sarv ātmāō̃ prati duāyē̃ dēnē vālē master satgurū bachchō̃ kō , sadā svayã mē̃ her|har samay navīntā vā viśhēṣhtā lānē vālē sarvaśhrēṣhṭha ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē . 1741 . 1 . 90 prātaḥ amr̥itvēlē 1 . 45 par bāpdādā nē nayē varṣh key|kī mubārak dī|the 175Chārō̃ ōr K|kē sarv nav-nirmāṇ karnē vālē sēvādhārī bachchō̃ kō , nav jīvan mē̃ her|har samay navīntā lānē vālē , her|har samay apnē vibrations dvārā sarv kō naī jīvan dēnē vālē - aisē nav jīvan aur navyug aur naī rājdhānī mē̃ chalnē vālē , sadā navīntā anubhav karnē vālē aisē bachchō̃ kō nayē varṣh key|kī avināśhī mubārak hō . 176Sadā hī sēvā aur bāp , ēk ā̃kh mē̃ sēvā dūsrī ā̃kh mē̃ bāp - is vidhi sē sēvā mē̃ bhī navīntā lātē rahō .
207The seed has also been planted, but that seed now needs the water of attainment.
177Nayā din hai , naī rāt hai aur nayē tē naī sēvā saphaltā kō pātī rahēgī .
208Then the fruit will emerge and they will have an experience. 209Do you understand what you have to do?
178Saphaltā key|kī mubārak . 179Achchhā ! 180Sabhī bachchō̃ kō golden morning .
210Increase the quality of your mind and the quality will come close to you.
181Double vidēśhī bhāī-bahinō̃ sē avyakt-bāpdādā key|kī mulākāt :
211There is double service in this: that of the self and also of others.
182Sadā apnē kō viśhēṣh ātmāyē̃ samajhtē hō ?
212You will then not have to make separate effort for yourself.
183Viśhēṣh ātmāō̃ kā kārya vā sēvā kyā hai ?
213The attainment is then the reward, you will experience that state.
184Viśhēṣh ātmāō̃ key|kī viśhēṣhtā vā sēvā her|har karma mē̃ yahī hōgī jō unkā ēk-ēk karma viśhēṣhtā anubhav karāyēgā .
214The future reward is the kingdom of the world, but the reward of this time is to be able to be complete with all attainment and become complete.
185Unkī vr̥itti viśhēṣh hōgī , sādhāraṇ nahī̃ hōgī .
215The reward at this time is the most elevated.
186Dr̥iṣhṭi mē̃ viśhēṣhtā hōnē K|kē kāraṇ alaukik anubhav hōṅgē .
216The future is guaranteed anyway. 217A guarantee given by God can never change.
187Sabkō mahsūs hōgā ki inkī dr̥iṣhṭi mē̃ alaukiktā hai , rivājī nahī̃ hai .
218So what did you hear? 219So, you will celebrate this new year in this way, will you not?
188Unkā her|har karma viśhēṣh hai , yah anubhav hōgā .
220This is what you have come for, is it not?
189Sādhāraṇ rīti sē jō kām-kāj kē liē bōl hōtē haĩ , us bōl mē̃ bhī sādhāraṇtā nahī̃ hōgī , viśhēṣhtā hōgī .
221Who will start this service first? 222Will it be those from Madhuban first? 223What did those from Madhuban hear?
190Chāhē sādhāraṇ kārya kar rahē haĩ - khānā banā rahē haĩ , kapṛē dhulāī kar rahē haĩ .
224Because Madhuban niwasis are known as the ones who are at the hearth as well as in the heart.
191Kōī bhī sādhāraṇ kārya kar rahē haĩ lēkin us kārya mē̃ bhī viśhēṣhtā anubhav hōgī .
225You are ones who always eat Brahma bhojan from the unlimited treasure store, and so you are at the hearth, are you not?
192Kyā viśhēṣhtā anubhav hōgī ?
226You are also in the heart. 227So what did you hear?
193Sabhī anubhav karē̃gē ki yah kām tō hāth sē kar rahē haĩ lēkin kām kartē huē bhī yah śhaktiśhālī stage par sthit haĩ , karmayōgī ' haĩ .
228Are the Madhuban niwasis listening? 229Actually, all of you are Madhuban niwasis, at least at the moment you are. 230At the moment, all of you are in Madhuban. 231Is anyone sitting in London or America?
194Sirph karmakarttā nahī̃ haĩ lēkin yōgyukt hōkar karma kar rahē haĩ - yah mahsūstā āyēgī .
232At the moment you are all Madhuban niwasis. 233If anyone asks you what your permanent address is, what would you reply?
195Chāhē sādhāraṇ rīti sē chal rahē haĩ , khaṛē haĩ lēkin uskī rūhānī personality dūr sē anubhav hōgī .
234It is Madhuban, is it not? 235Sure? 236Or do you think that where you are staying is the permanent address?
196Jaisē duniyāvī personality unkō ākarṣhit kartī hai , attention jātā hai .
237To be a Brahma Kumar or a Brahma Kumari means that your permanent address is Madhuban.
197Aisā rūhānī personality , purity key|kī personality , gyānī vā yōgī tū ātmā key|kī personality svataḥ ākarṣhit karēgī .
238The other is just your place of service. 239This is good. 240So although there are many different places of service, the permanent address is the same.
198Jaisē brahmā bāp kō dēkhā - chāhē bachchō̃ kē sāth sabjī bhī kāṭtē rahē , khēl kartē rahē lēkin personality sadā ākarṣhit kartī rahī .
241This is good is it not? 242Do you feel this, or do you remember London, America or Africa? 243Since you are Brahmin souls, you do not belong there. 244You have been sent there for service.
199Tō aisē viśhēṣh ātmāō̃ key|kī bhī yahī niśhānī dikhāī dēgī .
245Do you understand? 246It is not that you are an Australian anyway.
200Āp lōg tō kahē̃gē ki hamnē brahmā bāp kō tō dēkhā nahī̃ .
247Just for identification, you are called double foreigners. 248You are actually Bharatwasis.
201Āpnē dēkhā hai .
249So then, who are you?
202Jinhōnnē dēkhā hai , unkē liē tō sahaj hai lēkin āp sabnē brahmā bāp kō nahī̃ dēkhā hai !
250Foreigners or Brahmins? 251Sure? 252Or, are you those from Australia or Africa? 253Baba has sent you there.
203Brahmā bāp K|kē kamrē mē̃ jab jātē hō tō personality anubhav nahī̃ hōtī hai ?
254Even now do not think: I have emerged from Nairobi. 255Or, I have emerged and am living in Manila.
204Double foreigners nē tō bahut achchhī tarah sē dēkhā hai .
256We have emerged from London and are living in London.
205Kyōṅki brahmā bāp viśhēṣh jinhōnnē sākār rūp mē̃ nahī̃ dēkhā , unhē̃ kabhī avyakt rūp mē̃ viśhēṣh anubhav karātē haĩ .
257Or, that we have emerged from abroad and are living abroad. 258No, you have reached there with a touching in the intellect. 259Do you think this, or do you come from there?
206Isīliē sākār ā̃khō̃ sē dēkhnē sē jyādā , anubhav key|kī ā̃kh sē dēkhnā śhrēṣhṭh hai .
260You are not from there, you have gone there for service, that is, you have been sent there.
207Tō anubhav key|kī ā̃kh sē dēkhā hai nā !
261You have gone there through Baba's thought.
208Bāpdādā achchhē-achchhē anubhav suntē rahtē haĩ .
262Do you feel this, or are you from there? 263You are not from there.
209Tō sadā apnē is rūhānī personality mē̃ rahō tab bāp K|kē samīp anubhav karē̃gē .
264You have gone there for service, have you not? 265Where will you rule the kingdom?
210Achchhā ! 211Bāpdādā kā viśhēṣh pyār kissē hai ?
266Will you rule the kingdom in Bharat or in London?
212Sabhī kō kahnā chāhiē - mērē sē hai !
267Or, will you stay at the picnic place? 268(Bharat).
213Har ēk kahtā hai - mērā bābā ! 214Yah thōṛē hī kahtā hai - phalānē kā bābā .
269Do not ever think that you have been born abroad, otherwise you would be called foreign kumars and foreign kumaris.
215Tō harēk sē bāp kā viśhēṣh pyār hai .
270You are Brahma Kumars and Brahma Kumaris, are you not?
216Pyār mē̃ number hai ?
271Or, are you foreign kumaris?
217Bāp pyār kiskō kartē haĩ ?
272You are Brahma Kumaris.
218Har-ēk bachchē key|kī viśhēṣhtā sē pyār kartē haĩ aur kōī aisā bachchā nahī̃ hai jismē̃ viśhēṣhtā na hō , isīliē sabhī sē pyār hai .
273For instance, in Bharat some are from U.P. and some are from Delhi and some from Orissa. 274In the same way, you have gone abroad for service. 275You are not foreigners.
219Āp bhī har ēk key|kī viśhēṣhtā kō dēkhō tō sabsē pyār hōgā .
276You have gone abroad for the sake of service. 277Do you have this intoxication? 278Look at Janak.
220Agar dūsrī bāt dēkhē̃gē tō kissē jyādā pyār hōgā , kissē kam hōgā , kiskī bātē̃ achchhī lagē̃gī , kiskī achchhī nahī̃ lagē̃gī , kiskē sāth rahnā achchhā lagēgā , kiskē sāth nahī̃ .
279(Dadi Janki) Why did she go to London? 280She has gone for service, has she not? 281Would she say that she is a foreigner? 282But if she gives her introduction, what would she say?
221Lēkin bāp dēkhtē huē bhī aur bātē̃ nahī̃ dēkhtē , viśhēṣhtā hī dēkhtē haĩ , isliē sabsē pyār hai .
283I live in London. 284Her place of service is London. 285But her place of birth is Madhuban. 286This is right, is it not?
222Tō ismē̃ follow father karō .
287Is there any question about this?
223Jaisē hans hōtā hai , hans kā kām hai patthar-kaṅkaṛ aur ratna kō chhāṇṭnā . 224Ratna chugtā hai , patthar nahī̃ .
288Is there any question? 289When you became Brahmins, your karmic accounts finished. 290There were accounts in the beginning, but when you became Brahmins, the accounts finished.
225Tō āp bhī holy hans hō , āpkā kām hai harēk key|kī viśhēṣhtā kō dēkhnā aur unkī viśhēṣhtā kō sēvā mē̃ lagānā .
291The very books of accounts were burnt. 292They also burn their account books in order to be free from the government. 293Your books are burnt, are they not?
226Unhē̃ viśhēṣhtā K|kē umaṅg mē̃ lākar un dvārā unkī viśhēṣhtā sēvā mē̃ lagāō tō unkī duāyē̃ āpkō milēgī .
294Or are you still hiding them? 295You have not got them hidden anywhere, have you? 296Let the old account be finished. 297Have you finished it?
227Tō viśhēṣhtā sirph dēkhnā nahī̃ lēkin dēkh karkē apnē mē̃ dhāraṇ karnā aur dhāraṇ karnē K|kē sāth-sāth unkī viśhēṣhtā sē sēvā lō|low aur unkō bhī mahatva batākar sēvā mē̃ lagāō tō duāyē̃ milē̃gī aur āpnē unkī viśhēṣhtā dvārā unkō sēvā mē̃ lagāyā tō vah jō sēvā karēgā uskā share āpkō milēgā .
298Some are clever in getting trapped by a loan somewhere or another. 299They remain trapped by their debt. 300But those who are clever are never trapped anywhere. 301To finish the book of accounts means there should be nothing that has been taken on loan.
228Tō śēyar-hōlḍar hō jāyēṅgē .
302Let all the accounts be clear.
229Ājkal kī duniyā mē̃ bhī yah kamāī bahut hōtī hai .
303So do you have any accounts abroad? 304Is there any account abroad?
230Tō āpkā ēk-ēk share padmō̃ sē bhī baṛā hai .
305You have an account of service, that is all. 306Is there any other account?
231Tō jaisē bāp nē āp sabkī viśhēṣhtā sē kārya liyā hai tab tō centre sambhāl rahē hō , sēvā kar rahē hō . 232Bāp nē smr̥iti dilāī - āp aisē hō … !
307There should not even be an account with their customs and systems either. 308Do you like the customs and systems from abroad? 309You do not think that you do not like those of Bharat but you do those from abroad, do you?
233Bāpdādā sadaiv bachchō̃ kō viśhēṣh ātmāō̃ key|kī najar sē dēkhtē haĩ , sādhāraṇ najar sē nahī̃ dēkhtē .
310Do you think this sometimes? 311The customs and systems of Brahmins are the best. 312You are neither Bharatwasis nor foreigners, you are Brahmins.
234Yah pyārā hai , yah ghōṛē savār hai , yah mahārathī hai - jāntē bhī haĩ lēkin dēkhtē usī najar sē haĩ .
313So do you like the customs and systems of Brahmins or do you like some of those of foreign lands? 314It is not that sometimes you like some of those things is it?
235Aisē hī āp bhī viśhēṣhtā kō dēkhō .
315You do not say no to this. 316Achcha.
236Apnī bhī viśhēṣhtā kō jānō aur usē sēvā mē̃ lagāō . 237Abhimān mē̃ nahī̃ ānā kyōṅki yah viśhēṣhatāyē̃ brāhmaṇ-jīvan mē̃ bāp key|kī dēn hai , bāp kā diyā huā vardān hai . 238Ismē̃ agar abhimān kiyā tō viśhēṣhtā gāyab hō jāyēgī . 239Isliē sēvā mē̃ jarūr lagāō , abhimān mē̃ nahī̃ āō .
317To all the close service companions from all four directions, to the souls who are courageous and are worthy of Baba's help, to those who do double service through the mind and words together, to the servers who do service with a fast speed, to those who give blessings to all souls as Baba does, to the master satguru children, to the most elevated souls who constantly bring about newness, that is, speciality in themselves, BapDada's love, remembrance and namaste.
240Achchhā .
318* * * O MS H A N T I * * *