शनिवार 6 जनवरी 1990 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 106-01-90 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 06-01-90 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Holy hans key|kī paribhāṣhā
1THE DEFINITION OF A HOLY SWAN.
3Avyakt bāpdādā apnē bachchō̃ prati bōlē 4Āj gyānsāgar bāp ' hōlīhãsō ' kā sagaṭhan dēkh rahē hai .
2Today, the Father, the Ocean of Knowledge, is seeing the gathering of holy swans.
5Hōlīhans arthāt svachchhatā aur viśhēṣhtā vālī ātmāē̃ .
3Holy swans are souls with cleanliness and specialities.
6Svachchhatā arthāt man-vachan-karma , sambandh sarv mē̃ pavitratā key|kī niśhānī sadā hī saphēd raṅg dikhātē hai .
4Cleanliness means purity in thoughts, words, actions and relationships in everything. 5The colour white is always shown as a sign of purity.
7Āp hōlīhas bhī saphēd vasradhārī , sāph dil arthāt svacchatā-svarūp hō .
6You holy swans are ones with white clothing and a clean heart, that is, you are embodiments of cleanliness.
8Tan-man aur dil sē sadā bēdāg arthāt svachchha hō .
7Constantly to be without a flaw in body, mind and heart means to have cleanliness.
9Agar kōī tan sē arthāt bāhar sē kitnā bhī svachchha hō , sāph hō lēkin man sē sāph na hō , svachchha na hō tō kahtē hai ki pahlē man kō sāph rakhō !
8No matter how clean and pure some may be in their body, which is external, if they are not clean and pure in the mind, it is said, “First of all, keep the mind clean.”
10Sāph man vā sāph dil par sāhēb rājī hōtā hai . 11Sāth-sāth sāph dil vālē key|kī sarv murād arthāt kāmanāyē̃ pūrī hōtī hai .
9The Lord is pleased with those who have a clean mind and a clean heart and, together with that, fulfils all the desires of those with a clean heart.
12Hans key|kī viśhēṣhtā svachchhatā arthāt sāph hai , isliē āp brāhmaṇ ātmāō̃ kō hōlīhas ' kahā jātā hai .
10The speciality of a swan is that it is clean. 11This is why you Brahmin souls are called holy swans.
13Check karō ki mujh hōlīhans ātmā key|kī chārō̃ hī bātō̃ mē̃ arthāt tan-man-dil aur sambandh mē̃ svachchhatā hai ?
12Check and see: Is there cleanliness in all the four aspects of mind, body, heart and relationships in me, the soul, who am a holy swan?
14Sampūrṇ svachchhatā vā pavitratā - yahī is saṅgamyug mē̃ sabkā lakṣhya hai .
13Complete cleanliness and purity are everyone's aim at the confluence age.
15Isliē hī āp brāhmaṇ sō dēvtāō̃ kō sampūrṇ pavitra gāyā jātā hai .
14This is why you Brahmins, who are to become deities, are remembered as those who are completely pure.
16Sirph nirvikārī nahī̃ kahtē lēkin ' sampūrṇ nirvikārī ' kahā jātā hai .
15It is not simply said ‘viceless’, but it is said ‘completely viceless’.
17१६ kalp sampann kahā jātā hai .
16It is said: ‘16 celestial degrees’.
18Sirph १६ kalp nahī̃ kahtē lēkin usmē̃ ' sampanna ' .
17It is not only said ‘16 celestial degrees’, but ‘complete’ is said with that.
19Gāyan āpkē hī dēvtā rūp kā hai lēkin banē kab ?
18It is your deity form that is praised, but when did you become that?
20Bāhmaṇ jīvan mē̃ vā dēvtā jīvan mē̃ ?
19During your Brahmin life or your deity life?
21Bannē kā samay ab saṅgamyug ' hai .
20The time now, the confluence age, is the time to become that.
22Isliē check karō ki kahā̃ tak arthāt kitnē percent mē̃ svachchhatā arthāt dhāraṇ kī hai ?
21Therefore check to what extent, that is, to what percentage you have imbibed cleanliness, that is, purity.
23Tan key|kī svachchhatā arthāt sadā is tan kō ātmā kā mandir samajh us smr̥iti sē svachchha rakhnā . 24Jitnī mūrti śhrēṣhṭh hōtī hai utnā hī mandir bhī śhrēṣhṭh hōtā hai .
22Cleanliness of the body means constantly to have the awareness of the body being the temple of the soul and to keep it clean with that awareness. 23The more elevated the idol is, the more elevated the temple is.
25Tō āp śhrēṣhṭh mūrtiyā̃ hō yā sādhāraṇ hō ?
24So, are you ordinary idols or elevated idols?
26Brāhmaṇ ātmāē̃ sārē kalp mē̃ number one śhrēṣhṭh ātmāyē̃ !
25Out of the entire cycle, Brahmin souls are the number one elevated souls.
27Brāhmaṇō̃ kē āgē dēvtāyē̃ bhī sōnē tulya hai aur brāhmaṇ hīrē tulya hai !
26Compared to Brahmins, deities are as valuable as gold, whereas Brahmins are as valuable as diamonds.
28Tō āp sabhī hīrē key|kī mūrtiyā̃ hō .
27So, all of you are images of diamonds.
29Kitnī ūñchī hō gaī !
28So, how elevated you have become!
30Itnā apnā svamān jān is śharīr rūpī mandir kō svachchha rakhō . 31Sadā hō lēkin svachchha hō .
29Recognise your selfrespect, and keep the temple, your body, constantly clean; it should be simple yet clean.
32Is vidhi sē tan key|kī pavitratā sadā rūhānī khuśhbū kā anubhav karāyēgī . 33Aisī svachchhatā , pavitratā kahā̃ tak dhāraṇ huī ?
30Purity of the body through this method will constantly bring the experience of spiritual fragrance.
34Dēhbhān mē̃ svachchhatā nahī̃ hōtī lēkin ātmā kā mandir samajhnē sē svachchha rakhtē hō .
31To what extent have you imbibed such cleanliness and purity? 32There is no cleanliness in body consciousness.
35Aur yah mandir bhī bāp nē āpkō sambhālanē aur chalānē kē liē diyā hai . 36Is mandir kā trustee banāyā hai . 37Āpnē tō tan-man-dhan sab dē diyā nā ! 38Abhī āpkā tō nahī̃ hai .
33However, you consider it to be the temple of the soul and you therefore keep it clean; and that temple has been given to you by the Father to look after and use.
39Mērā kahē̃gē yā tērā kahē̃gē ?
34He has made you a trustee of that temple.
40Tō ṭrasṭīpan svataḥ hī naṣhṭōmōhā arthāt svachchhatā aur pavitratā kō apnē mē̃ lātā hai .
35You have given your mind, body and wealth, everything, have you not? 36It is not yours any longer, is it?
41Mōh sē svachchhatā nahī̃ , lēkin bāp nē sēvā dī hai - aisē samajh tan kō svachchha , pavitra rakhtē hō nā vā jaisē ātā hai vaisē chalātē rahtē hō ? 42Svachchhatā bhī rūhāniyat key|kī niśhānī hai . 43Aisē hī man key|kī svachchhatā yā pavitratā iskī bhī parasēṇṭēj dēkhō . 44Sārē din mē̃ kisī bhī prakār kā aśhuddh saṅkalp man maĩ chalā tō iskō sampūrṇ svachchhatā nahī̃ kahē̃gē .
37Would you say, “It is mine” or “It is Yours.”?
45Man kē prati bāpdādā kā direction hai - man kō mērē mē̃ lagāō vā viśv-sēvā mē̃ lagāō . 46' manmanābhav ' - is mantra key|kī sadā smr̥iti rahē .
38By becoming trustees, you automatically become free from attachments and bring about cleanliness and purity in yourself.
47Iskō kahtē hai - man key|kī svachchhatā vā pavitratā . 48Aur kisī taraph bhī man bhaṭaktā hai tō bhaṭaknā arthāt asvachchhatā .
39Not cleanliness with attachments, but you keep the body clean and pure with the consciousness that Baba has given it to you for service.
49Is vidhi sē check karō ki kitnī percent mē̃ svachchhatā dhāraṇ huī ?
40Or, do you use the body in any ordinary way?
50Vistār tō jāntē hō nā !
41Cleanliness is also a sign of spirituality.
51Tīsrī bāt - dil key|kī svachchhatā . 52Iskō bhī jāntē hō ki sachchāī hī saphāī hai .
42In the same way, also maintain the percentage of cleanliness that is, purity in your mind.
53Apnē sva-unnati arth|earth jō bhī puruṣhārth hai jaisā bhī puruṣhārth hai , vah sachchāī sē bāp kē āgē rakhnā .
43If there is any type of impure thought in your mind during the day, it cannot be called complete cleanliness.
54Tō ēk - svayã K|kē puruṣhārth key|kī svachchhatā .
44BapDada's direction for the mind is: Focus your mind on Me.
55Dūsrā - sēvā kartē sachchī dil sē kahā̃ tak sēvā kar rahē hai , iskī svachchhatā . 56Agar kōī bhī svārtha sē sēvā kartē hō tō uskō sachchī sēvā nahī̃ kahē̃gē . 57Tō sēvā mē̃ bhī saccāī-saphāī kitnī hai ' kōī-kōī sōchtē ki sēvā tō karnī hī paṛēgī . 58Jaisē laukik government key|kī duty hai , chāhē sachchī dil sē karō , chāhē majbūrī sē karō , chāhē albēlē bankē karō , karnī hī paṛtī hai nā .
45Use it for world service.
59Kaisē bhī ८ ghaṇṭē pās|pass karnē hī hai .
46So always have the awareness of the mantra of manmanabhav.
60Aisē is almighty government dvārā duty milī huī hai - aisē samajh K|kē sēvā karnā , iskō sachchī sēvā nahī̃ kahā jātā . 61Duty sirph nahī̃ hai lēkin brāhmaṇ-ātmāō̃ kā nijī saṅskār hī ' sēvā ' hai . 62Tō saṅskār svataḥ hī sachchī sēvā K|kē binā rahnē nahī̃ dētē . 63Tō aisē check karō ki sachchī dil sē arthāt brāhmaṇ-jīvan K|kē svataḥ saṅskār sē kitnī percent key|kī sēvā key|kī ' itnē mēlē kar liyē , itnē course karā liyē lēkin svachchhatā aur pavitratā key|kī parasēṇṭēj kitnī rahī ?
47This is known as cleanliness and purity of the mind.
64Duty nahī̃ hai lēkin nijī saṅskār hai , sv-dharma hai . sv-karma hai .
48If the mind wanders towards anyone else, then that wandering means that there is no cleanliness.
65Chauthī bāt - sambandh mē̃ svachchhatā . 66Iskā sār rūp mē̃ viśhēṣh yah check karō ki santuṣhṭatā rūpī svachchhatā kitnē percent mē̃ hai ?
49Check with this method and see to what percentage you have imbibed cleanliness. 50You know the details of this, do you not? 51The third aspect is cleanliness in the heart.
67Sārē din mē̃ bhinn-bhinn variety ātmāō̃ sē sambandh hōtā hai . 68Tīn prakār K|kē sambandh mē̃ ātē hō .
52You know that honesty is cleanliness. 53Put your selfprogress, that is, your effort, whatever it is, honestly in front of the Father.
69Ēk - brāhmaṇ parivār K|kē , dūsrā - āyē huyē jijñāsū ātmāō̃ K|kē , tīsrā - laukik parivār K|kē .
54So, firstly, there is the cleanliness in your own efforts, and secondly, the extent to which you are doing service with a true heart.
70Tīnō̃ hī sambandh mē̃ sārē din mē̃ svayã key|kī santuṣhṭatā aur sambandh mē̃ ānē vālī dūsrī ātmāō̃ key|kī santuṣhṭatā key|kī parasēṇṭēj kitnī rahī ? 71Santuṣhṭatā key|kī niśhānī - svayã bhī man sē halkē aur khuśh rahē̃gē aur dūsrē bhī khuśh hōṅgē . 72Asantuṣṭatā key|kī niśhānī - svayã bhī man sē bhārī hōṅgē . 73Agar sachchē puruṣhārthī hai tō bār-bār na chāhtē bhī vē|way saṅkalp ātā rahēgā ki aisē nahī̃ bōltē , aisē nahī̃ kartē tō achchhā .
55And so, there should be cleanliness in this aspect.
74Yah bōltē thē , yah kartē thē - yah ātā rahēgā . 75Albēlē puruṣhārthī kō yah bhī nahī̃ āyēgā .
56If you are doing service with any selfish motive, it cannot be called true service.
76Tō yah bōjh khuśh rahnē nahī̃ dēgā , halkā rahnē nahī̃ dēgā .
57So, to what extent are there honesty and cleanliness in service too?
77Sambandh key|kī svachchhatā arthāt santuṣhṭatā .
58Some of you think “We have to do service anyway.”
78Yahī sambandh key|kī sachchāī aur saphāī hai . 79Isliē āp kahtē hō - ' sach tō biṭhō nach ' . 80Arthāt sachchā sadā khuśhī mē̃ nāchtā rahēgā . 81Tō sunā , holy hans key|kī paribhāṣhā ?
59Just as when lokik government officers have to do their duties, whether they do that with a true heart, with carelessness or out of compulsion, they somehow have to pass those 8 hours.
82Agar satyatā key|kī svachchhatā nahī̃ hai tō hans hō lēkin holy hans nahī̃ hō . 83Tō check karō - sampan aur sampūrṇ kā jō gāyan hai , vah kahā̃ tak banē hai ?
60In the same way, if you think that this service is a duty you have been given by the Almighty Government, for you to do service in this consciousness is not called true service.
84Agar drama anusār āj bhī is śharīr kā hisāb samāpt hō jāē tō kitnī parasēṇṭēj mē̃ pās|pass hōṅgē ? 85Vā drama kō kahō - thōṛā samay ṭhaharō !
61It is not just a duty, for the original sanskars of Brahmin souls are of service. 62The original sanskars will not allow you to stay without doing true service.
86Yah tō sōchkar nahī̃ baiṭhē hō ki chhōṭē-chhōṭē tō jānē vālē hai hī nahī̃ ? 87Ever ready kā arth|earth kyā hai ?
63So, check in this way, to what percentage you have done service with a true heart, that is, with the original sanskars of Brahmin life.
88Samay kā intjār tō nahī̃ kartē ki abhī १०-११ varṣh tō haĩ ? 89Bahut karkē २००० kā hisāb sōchtē hai !
64You have had so many melas, you have given so many courses, but what is the percentage of cleanliness and purity in that?
90Lēkin sr̥iṣhṭi K|kē vināśh key|kī bāt alag hai , apnē kō ever ready rakhnā alag bāt hai . 91Isliē yah ussē nahī̃ milānā .
65It is not just your duty, but it is your original sanskar, your original dharma (religion) and your original karma (action).
92Bhinn-bhinn ātmāō̃ kā bhinn-bhinn part hai .
66The fourth aspect is cleanliness in relationships.
93Isliē yah nahī̃ sōchō ki mērā advance party mē̃ tō nahī̃ hai yā mērā tō vināśh kē bād bhī part hai !
67In essence, specially check this: To what percentage is there cleanliness in the form of contentment?
94Kōī ātmāō̃ kā hai lēkin maĩ ever ready rahū̃ .
68Throughout the day there are relationships with a variety of souls.
95Nahī̃ tō albēlēpan kā aṅśh prakaṭ hō jāyēgā . 96Ever ready rahō , phir chāhē २० varṣh jindā rahō kōī harjā nahī̃ . 97Lēkin aisē ādhār par nahī̃ rahnā .
69You come into connection with 3 types of relationship: First with the Brahmin family, secondly with souls who are students and thirdly with the lokik family.
98Iskō kahtē hai - holy hans ' . 99Gyān-sāgar K|kē kaṇṭhē āyē hō nā . 100Tō āj holy hans key|kī svachatā sunāī phir viśhēṣhtā sunāyēṅgē .
70In all 3 types of relationship, what was the percentage of contentment of the self and of those souls who came into connection with you throughout the day?
101Teachers kō check karnā ātā hai nā ! 102Teachers kō viśhēṣh samarpit hōnē kā bhāgya milā huā hai . 103Chāhē pravr̥itti vālē bhī man sē samarpit hai phir bhī teachers kā viśhēṣh bhāgya hai .
71The sign of your contentment is that you yourself will be light in the mind and remain happy, and that the others will also remain happy with you. 72The sign of discontentment is that you will be heavy in your mind.
104Kām hī yād aur sēvā ' kā hai . 105Chāhē khānā banātī yā kapṛē dhulāī kartī - vah bhī yah sēvā hai . 106Vah bhī alaukik jīvan prati sēvā kartī hō . 107Pravr̥itti vālō̃ kō dōnō̃ taraph nibhānā paṛtā hai .
73If you are a true effortmaker, then the thought will repeatedly keep entering your mind, even against your conscious wish: I should not have said this; it would have been better if I hadn't done this; it would have been better to say this and do this.
108Āpkō tō ēk hī kām hai nā , double tō nahī̃ hai ?
74Careless effortmakers will not even have this thought.
109Jō sachchāī aur saphāī sē bāp aur sēvā mē̃ sadā lagē rahtē hai , unhē̃ kōī aur mēhnat karnē key|kī āvaśhyaktā nahī̃ paṛtī hai .
75This burden will not allow you to remain happy; it will not allow you to remain light. 76Cleanliness in relationships means contentment.
110Sunāyā thā ki yōgya teacher kā bhaṇḍārā aur bhaṇḍārī sadā bharpūr rahēgā .
77This is honesty and cleanliness in relationships.
111Phikra nahī̃ karnā paṛēgā - aglā mās kaisē chalēgā , mēlā kaisē hōgā , sēvā K|kē sāth-sāth sādhan svataḥ prāpt hōṅgē .
78This is why you people say “One who is true, dances”, that is, one who is honest constantly dances in happiness. 79So, did you hear the definition of a holy swan?
112Rūhānī ākarṣhaṇ sēvā aur sēvākēndra svataḥ hī baṛhātī rahtī hai .
80If there isn't the cleanliness of truth, then, although you are swans, you are not holy swans.
113Jab jyādā sōchtē hō ki jigyāsu kyō̃ nahī̃ baṛhtē , ṭhahartē kyō̃ nahī̃ , chalē kyō̃ jātē … tō jijñāsū nahī̃ ṭhahartē .
81You are remembered as those who are complete and perfect, and so check to what extent you have become that.
114Yōgyukt hōkar rūhāniyat sē āhvān kartē hō tō jigyāsu svataḥ hī baṛhtē hai . 115Aisē hōtā hai nā ?
82If today, according to the drama, the account with your body were to be completed, with what percentage would you pass?
116Tō man sadā halkā rakhō , kisī prakār kā bōjh nahī̃ rahē .
83Or, would you tell the drama to wait a little longer?
117Kisī bhī prakār kā bōjh hai chāhē apnā , chāhē sēvā kā , chāhē sēvā sāthiyō kā tō uṛnē nahī̃ dēgā - sēvā bhī ūñchī nahī̃ uṭhēgī .
84You are not sitting here with the thought that the young ones will not depart (die), are you? 85What is the meaning of being everready?
118Isliē sadā dil sāph aur murād hāsil kartē rahō . 119Prāptiyā̃ āpkē sāmnē svataḥ hī āyēgī .
86Does it mean to wait for time in anticipation and think that there are 10 or 11 years still left?
120Kyā sunā ? 121Sarv rūhānī prāptiyā̃ hai hī brāhmaṇō̃ kē liē tō kahā̃ jāyēṅgī ! 122Adhikār hī āp lōgō̃ kā hai .
87Mostly, you think that there is time up to the year 2000. The question of the destruction of the world is separate from that of keeping yourself everready.
123Adhikār kōī chhīn nahī̃ saktā . 124Achchhā
88Therefore, do not mix up the two.
125Sarv hōlīhãsō kō , chārō̃ ōr K|kē sachchē sāhēb kō rāzī karnē vālī sachchī dil vālē śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , sadā svayã kō ever ready rakhnē vālē number one bachchō̃ kō , sadā apnē kō gāyan yōgya samūrṇa aur sampan banānē vālē , bāp K|kē samīp bachchō̃ kō , sadā apnē kō amūl hīrē tulya anubhav karnē vālē anubhavī ātmāō̃ kō bāpdādā kā yād-pyār aur namastē . 126' ' 127Mahārāṣhṭra group sē avyakt bāpdādā key|kī mulākāt 128Sadā khuśhhāl rahtē hō ?
89Different souls have different parts.
129Khuśhhāl arthāt ( bharpūr , sampan . 130Khuśhhālī svayã kō bhī priya aurō̃ kō bhī priya lagtī hai .
90Therefore, do not think that you do not have a part in the advance party, or that you have a part after destruction.
131Jahā̃ khuśhhālī nahī̃ hōtī , usē kāṇṭō̃ kā jaṅgal kahtē hai .
91Some souls do have that part, but you should remain everready.
132Tō āp sabkī jīvan khuśhhāl ban gaī hai .
92Otherwise, traces of carelessness will emerge.
133Aur chāl kaun-sī hō gaī ?
93Be everready.
134Uṛtī kalp vālī phariśhtā key|kī chāl hō gaī .
94Then, even if you live for 20 years more, it doesn’t matter.
135Tō hall|hāl bhī achchhā aur chāl bhī achchhī .
95However, don't live on the basis of that.
136Duniyā vālē miltē hai tō hālchāl pūchhtē hai nā !
96This is what it means to be holy swans.
137Tō āpkā kyā hālchāl hai ? 138Hall|hāl hai ' khuśhhāl ' aur chāl hai ' phariśtō ' key|kī chāl .
97You have come to the shore of the Ocean of Knowledge, have you not?
139Dōnō̃ hī achchhē hai nā ? 140Khuśhhālī mē̃ kōī kāṇṭē nahī̃ āyēṅgē .
98So, today, you have been told about the cleanliness of holy swans.
141Pahlē kāṇṭō̃ K|kē jaṅgal mē̃ jīvan thī , abhī badal gaī .
99Baba will tell you about their specialities at another time.
142Abhī phūlō̃ key|kī khuśhhālī mē̃ ā gayē .
100Do the teachers know how to check?
143Sadā jīvan mē̃ divya guṇō̃ K|kē phūlō̃ key|kī phulvāṛī lagī huī hai .
101Teachers have the special fortune of being surrendered.
144Divya guṇō̃ K|kē guladastē kā chitra banātē hai nā , vah divya guṇō̃ kā guldastā kaun sā hai āp hō nā yā dūsrē kōī hai ?
102Even if those in a household are surrendered with the mind, the teachers have special fortune.
145Kā̃ṭō kā kabhī guldastā nahī̃ bantā , phūlō̃ kā guldastā bantā hai . 146Sirph pattē hī hōṅgē tō bhī kahē̃gē - guldastā ṭhīk nahī̃ hai . 147Tō āp svayã divya guṇō̃ kā guldastā arthāt khuśhhāl hō gayē . 148Jō bhī āpkē samparka mē̃ āyēgā usē divya guṇō̃ K|kē phūlō̃ key|kī khuśhbū ātī rahēgī aur khuśhhālī dēkh karkē khuśh hōṅgē .
103Their work is remembrance and service.
149Śhakti kā bhī anubhav karē̃gē . 150Isliē ājkal doctors bhī kahtē hai - bagīchē mē̃ jākar paidal karō .
104Whether you prepare food or you wash clothes, that is also yagya service; that is also service in alokik life.
151Tō khuśhhālī aurō̃ kō bhī śhaktiśhālī banātī hai aur khuśhī mē̃ bhī lātī hai .
105Those in a household have to fulfil responsibilities on both sides.
152Isliē āp lōg kahtē hō ki ham ever happy hai .
106You only have one type of work; you do not have double work.
153Challenge bhī kartē hō ki agar kisī kō ever ready bannā hō tō hamārē pās|pass āyē . 154Āp sabhī kō bāp key|kī smr̥iti dilāyēṅgē .
107Those who constantly remain engaged to the Father and with service do not need to make any other effort.
155Tō ēvarahaildī , ēvaravaildī aur ever happy - yah āpkā janma-siddh adhikār hai . 156Yah adhikār āpkō tō mil gayā nā ?
108You were told that the bhandara (kitchen) and bhandari (treasurestore) of a worthy teacher will constantly remain full.
157Sabhī kō kahtē hō ki janma-siddh adhikār hai . 158Chāhē śharīr bīmār bhī hō tō bhī man tandarusta hai nā .
109They will not need to worry about how everything will happen the following month or how a mela will take place.
159Man khuśh tō jahān khuśh aur man bīmār tō śharīr pīlā hō jātā hai . 160Man ṭhīk hōgā tō śharīr kā rōg bhī mahsūs nahī̃ hōgā .
110Along with service, the means to carry it out will also automatically be available.
161Aisē hōtā hai nā ! 162Kyōṅki āpkē pās|pass khuśhī key|kī khurāk bahut baṛhiyā hai .
111The spiritual attraction will automatically expand service and the service centre.
163Davāī achchhī hōtī hai tō bīmārī bhāg jātī hai . 164Āpkē pās|pass jō khuśhī key|kī khurāk hai vah bīmārī kō bhagā dētī hai , bhulā dētī hai .
112When you think too much about why the number of students doesn't increase, why they do not stay or why they go away, then the students will not stay.
165Tō man khuśh , jahān khuśh , jīvan khuśh . 166Isliē ēvarahaildī bhī hō , vēalti bhī hō aur happy bhī hō .
113If you remain yogyukt and invoke them through your spirituality, the number of students will automatically increase.
167Jab svayã hō tab dūsrē kō challenge kar saktē hō .
114This happens, does it not? 115Always keep the mind light.
168Nahī̃ tō challenge nahī̃ kar saktē .
116There shouldn't be any type of burden.
169Apnē kō dēkhkar aurō̃ K|kē upar rahm ātā hai . 170Kyōṅki apnā parivār hai nā ! 171Chāhē kaisī bhī ātmāē hai lēkin hai tō ēk hī parivār K|kē .
117If there is any type of burden, whether of the self, of service or of service companions, it will not allow you to fly.
172Jiskō bhī dēkhē̃gē tō mahsūs karē̃gē ki yah hamārā hī bhāī hai , hamārē hī parivār kā hai .
118Service will not be uplifted either. 119Therefore, constantly keep the heart clean and continue to attain your desires.
173Parivār mē̃ bhī kōī najdīk K|kē hōtē hai , kōī dūr K|kē hōtē hai , lēkin kahē̃gē tō parivār K|kē nā ?
120Attainment will automatically appear in front of you. 121What did you hear?
174Jaisē bāp merciful hai . 175Bāp sē yahī māṅgtē hai ki kr̥ipā karō , rahm karō !
122All spiritual attainments are for Brahmins anyway; where else would they go?
176Tō āp bhī kr̥ipā karē̃gē , rahm karē̃gē nā .
123It is the right of you people.
177Kyōṅki bāp samān nimitt banē huē hō .
124No one can snatch away your rights. 125Achcha.
178Brāhmaṇ ātmā kō kabhī bhī kisī ātmā kē prati ghr̥iṇā nahī̃ ā saktī . 179Rahm āyēgā , ghr̥iṇā nahī̃ ā saktī . 180Kyōṅki jāntē hai ki chāhē kaṅs hō , chāhē jarāsandh hō , chāhē rāvaṇ hō - kōī bhī hō lēkin phir bhī merciful bāp K|kē bachchē kabhī ghr̥iṇā nahī̃ karē̃gē . 181Parivartan key|kī bhāvnā rakhē̃gē - kalyāṇ key|kī bhāvnā rakhē̃gē .
126To all the holy swans in all directions who please the true Lord, to the elevated souls who have a true heart, to the number one children who constantly keep themselves everready, to the ones who make themselves worthy of praise, complete and perfect, to Baba's close children, to the experienced souls who have the experience of considering themselves to be as worthy as diamonds, BapDada's love, remembrance and namaste.
182Phir bhī apnā parivār hai , parvaśh hai .
127BapDada meeting Maharashtra group:
183Parvaśh kē ūpar kabhī ghr̥iṇā nahī̃ ātī .
128Do you always remain in a happy state?
184Sabhī māyā K|kē vaśh hai . 185Tō parvaśh kē ūpar dayā ātī hai , rahm ātā hai .
129To be in a state of happiness means to be full and perfect.
186Jahā̃ ghr̥iṇā nahī̃ āyēgī vahā̃ krōdh bhī nahī̃ āyēgā .
130You yourself and others, too, love to be in a state of happiness.
187Jab ghr̥iṇā ātī hai tō jōśh ātā hai , krōdh ātā hai , jahā̃ rahm hōtā hai vahī̃ śhānti kā dān dēgē .
131Where there isn’t happiness it is said to be a jungle of thorns. 132So, the lives of all of you have become happy.
188Dātā K|kē bachchē hō nā !
133And what is your way of interacting?
189Tō śhānti dēgē nā ! 190Achchhā ! 191Sabhī khuśhhāl rahnē vālē hō yā kabhī-kabhī khuśhī gāyab hō jātī hai ?
134It has become that of the flying stage, like that of the angels. 135So your state is good and your way of interacting is also good.
192Ugar krōdh āyā tō krōdh agni hai . 193Vah khuśhī kō khatm kar dētī hai .
136When people of the world meet one another they ask one another about their welfare.
194Kabhī gussā nahī̃ karnā .
137So what is your welfare?
195Merciful K|kē kabhī krōdh nahī̃ ā saktā . 196Pāṇḍavō̃ mē̃ viśhēṣh krōdh ' aur mātāō̃ mē̃ ' mōh ' hōtā hai .
138Your state is that of happiness and your interaction is like that of angels. 139Both are good, are they not?
197Paisē bhī chhipākar rakhēgī , purānē-purānē note bhī chhipākar rakhē̃gē .
140In a state of happiness (also in a blossoming garden) there won’t be any thorns.
198Abhī tō naṣhṭōmōhā ' hō nā ! 199Purānē kapaḍē key|kī gaṭhrī bā̃dhakar tō nahī̃ rakh dī hai ?
141Previously your life was in a jungle of thorns and it has now changed.
200Kitnī bhī tijōrī hō , pēṭī hō lēkin mātāō̃ mē̃ gaṭhrī bā̃dhakar rakhnē key|kī ādat hōtī hai .
142You have now come into a garden of blossoming flowers. 143In your life you always have a flower garden of divine virtues.
201Aur kuchh nahī̃ tō sāṛī bā̃dhakar rakhē̃gē .
144You make a picture of a bouquet of divine virtues, do you not?
202Tō abhī kuchh bāndhkar tō nahī̃ rakhā hai ?
145What is that bouquet of divine virtues?
203Pāṇḍavō nē thōṛā-thōṛā krōdh , abhimān chhipākar rakhā hai ?
146It is of you, is it not? 147Or is it of someone else?
204Man key|kī jēb mē̃ āīvēl kē liē chhipākar tō nahī̃ rakhā hai ?
148A bouquet is never made of thorns; it is made of flowers.
205Aṅśhmātra bhī na rahē . 206Aṅśh , vanśh kō paidā kar dēgā , isliē full khālī karō .
149If there were only leaves in a bouquet, it would be said that the bouquet was not good.
207Achchhā . 208Zone vāiz group sē avyakt bāpdādā key|kī mulākāt
150So, you yourselves are bouquets of divine virtues, that is, you are in a state of happiness.
209Bāp K|kē snēh nē sab kuchh bhulākar uṛātē huē apnē sweet home ' madhuban ' mē̃ pahuñchā diyā . 210Kyā samajhtē hō ? 211Train mē̃ āyē hō yā uṛtē huē āyē hō ?
151Whoever comes into contact with you will continue to receive the fragrance of the flowers of divine virtues and when they see everything blossoming they will be happy.
212Śharīr chāhē train yā bas mē̃ āyā lēkin man snēh mē̃ uṛtē huē yahā̃ pahũch gayā .
152They will also experience power. 153Nowadays, even doctors ask people to go for walks in parks.
213Madhuban aur madhuban kā bābā yād ā gayā tō sab bhūl gayā . 214Bhulānē key|kī mēhnat karnī nahī̃ paṛtī .
154So this blossoming will make others powerful and also bring them into happiness.
215Bas , bāp aur paṛhāī - yahī yād hai nā !
155This is why you say that you are everhappy.
216Paṛhāī bhī dēkhā - rājkumār aur rājakumāriyō̃ key|kī bhī aisī paṛhāī nahī̃ hai !
156You even issue a challenge saying that if anyone wants to become everhappy, they should come to you.
217Kitnī royal aur ū̃ch paṛhāī hai !
157You will remind everyone of the Father.
218Sārē kalp mē̃ rājā bannē key|kī paṛhāī kōī nahī̃ paḍhatā . 219Kyōṅki paṛhāī sē rājā kōī bantā hī nahī̃ hai .
158Therefore, to be everhealthy, everwealthy and everhappy is your birthright.
220Is samay āp hī is paṛhāī sē rājā bantē hō .
159So you have received this right, have you not?
221Rājā bhī nahī̃ , rājāō̃ kā rājā .
160You tell everyone it is their birthright.
222Sārē kalp mē̃ aisī paṛhāī kōī nahī̃ paḍhatā .
161Even if your body is ill, your mind is healthy, is it not?
223Rājkumār bankar rājkumār - college mē̃ jātē hai , rājā bannē key|kī paṛhāī nahī̃ paṛhtē .
162If your mind is happy, the world is happy. 163And if your mind is ill, then your face turns pale.
224Vah tō jāntē hai ki dhan dān sē rājā bantē hai , paṛhāī sē rājā nahī̃ bantē .
164If your mind is in a good state, you won’t feel any illness of the body.
225Āpkī paṛhāī rājāī prāpt karnē kī hai . 226Abhī svarāj milā , phir viśhva kā rājya milēgā .
165It is like that, is it not, because you have very good nourishment of happiness?
227Abhī rājā hō nā yā prajā kā rāj hai ?
166When you have good medicine, the illness goes away.
228Prajā yāni karmandriyā̃ - yah karmchārī hai . 229Tō kōī karmēndriy arthāt prajā kā rāj tō nahī̃ hai nā ' kabhī-kabhī prajā tēz tō nahī̃ hō jātī ' rājā kō ḍhīlā kar dētī hai .
167The nourishment of happiness that you have chases your illness away; it makes you forget it. 168So, when your mind is happy, the world is happy and your life is happy. 169Therefore, you are everhealthy, wealthy and happy.
230Satyug mē̃ prajā kā prajā par rājya nahī̃ hōgā , rājā kā rājya hōgā .
170When you yourself are this, you can then challenge others. 171Otherwise, you can’t issue this challenge.
231Yah tō chakra K|kē last maĩ prajā kā prajā par rājya hai .
172Seeing yourself you feel mercy for others, because it is your family.
232Lēkin āpkē pās|pass tō prajā kā rājya nahī̃ hai nā ?
173No matter what souls are like, they are all of the same family.
233Achchhī tarah sē check karnā kabhī prajā - rājā tō nahī̃ ban jātī ? 234' adhikār lēnā mānā rājā bannā .
174Whoever you see, you would feel that that one is your brother and that he belongs to your family.
235Jaisē ājkal kartē hē - ēk sēkaṇḍ mē̃ rājā kō utārkar K|kē dūsrā rājā baiṭh jātā hai .
175In a family, some are close relations and others are distant, but they would still be said to be of the same family.
236Yā uskō khatm kar dētē hai yā rājya sē utār dētē . 237Tō āpkī prajā aisē tō nahī̃ kartī - rājā kō gulām banā dē aur khud rājā ban jāyē̃ ?
176Just as the Father is merciful and you ask Him to have mercy for you, so you too will have mercy and be compassionate, will you not?
238Śhaktiśhālī rājā hō , kamzōr rājā nahī̃ .
177You have become instruments, like the Father.
239Jis rājā sē prajā sadā khuśh hai , ṭhīk rājya chaltā hai tō uskō utārēgī kaisē ! 240Āp bhī svarāj ṭhīk rīti sē chalā rahē hō tō kōī karmandriy dhōkhā nahī̃ dēgī kyōṅki vah santuṣhṭ hai . 241Jahā̃ asantuṣṭatā hōtī hai vahā̃ dhōkhā dētī hai .
178Brahmin souls can never dislike other souls. 179You would feel mercy, but you cannot dislike them because you know that even if someone is like Kans, Jarasandha or Ravan, they are still children of the merciful Father and so you would not dislike them.
242Tō āpkā rājya kaisē chal rahā hai ? 243Sarv karmēndriyā̃ santuṣhṭ hai ?
180You would have feelings of benevolence and for their transformation.
244Prajā khuśh hai ? 245Karmēndriyô śhītal , śhānt hō gaī hai ?
181After all, they are your family and under an external influence.
246Dhōkhā dēnē key|kī chañchaltā samāpt hō gaī hai ?
182You would never dislike someone who is under an external influence.
247Abhī kyā ban gayē hō ?
183All are influenced by Maya.
248Śhītlā dēvī . 249Jō svayã śhītlā hōgī tō yathā rājā tathā prajā hōgī .
184So, you would feel mercy and compassion for those influenced by others.
250Vah sab karmēndriyā̃ bhī śhītal hō jāyēṅgī .
185Where there isn’t dislike, there won’t be any anger.
251Śhītlā dēvī mē̃ kabhī krōdh nahī̃ ātā hai . 252Kaī kahtē hai - krōdh nahī̃ hai , thōṛā rōb tō rakhnā paṛtā hai .
186When there is dislike, there is a force of anger and where there is mercy, you will give the donation of peace.
253Rōb bhī krōdh kā aṅśh hai . 254Tō jahā̃ aṅśh hōtā hai vahī̃ vanśh paidā hō jātā hai .
187You are children of the Bestower, are you not? 188So, you would give peace. 189Achcha.
255Tō śhītlā dēvī aur śhītlā dēv hō nā . 256Saṅgam par bāp , mātāō̃ kō āgē rakhtē haĩ .
190Are all of you those who always remain happy or does your happiness sometimes disappear?
257Isliē gāyan śhītlā dēvī kā hai lēkin pāṇḍav bhī śhītlā dēv hai .
191If anger comes, that is a fire and it will destroy your happiness.
258Tō rōb kā saṅskār parivartan hō gayā vā kabhī svapn mē̃ bhī rōb kā taste kartē hō ?
192Never get angry. 193Those who are merciful can never get angry.
259Jaisā saṅskār hōtā hai vaisē karma svataḥ hī hōtē hai .
194Pandavas especially have anger and mothers have attachment.
260Tō saṅskār hī śhītal hō gayē .
195They would even keep money hidden away.
261Brāhmaṇ kā arth|earth hī hai śhītal saṅskār vālē .
196They would even keep old notes hidden away.
262' āpkā yah nijī ōrijinal saṅskār hai .
197You are now conquerors of attachment, are you not?
263Abhī jōśh nahī̃ ā saktā . 264Bāl-bachchō̃ par bhī jōśh tō nahī̃ kartē ?
198You haven’t kept notes hidden away in a bundle of old clothes, have you?
265Kitnā bhī rōb dikhāō lēkin rōb sē ātmāē̃ dabtī vā badaltī nahī̃ hai . 266Us samay dab jātī hai lēkin sadā dabnā nahī̃ hōtā .
199No matter how many safes or trunks you have, mothers have a habit of keeping a bundle of notes hidden away.
267Aur pyār aisī chīz hai jō patthar kō bhī pānī kar dētā hai .
200If nowhere else, she would keep them tied in a saree.
268Samajhtē hō ki rōb dikhāyā tō ṭhīk hō gayā . 269Lēkin ṭhīk nahī̃ hōtā .
201So, you haven’t tied up and put away anything, have you?
270Tō ' svarāj adhikārī ātmāē hai ' - yah niśhchay aur naśhā sadā hī hō .
202Have the Pandavas kept a little bit of anger or arrogance hidden away?
271Svarāj mē̃ sukh hai , par-rājya mē̃ adhīnanā hai . 272Tō sadā is rūhānī naśhē mē̃ nāchtē aur gātē rahō .
203You haven’t kept it in the pocket of your mind, hidden away, for a time of need?
273Khuśhī key|kī niśhānī hai - nāchnā aur gānā .
204Let there be no trace of it remaining.
274Nāchnā - gānā tō chhōṭē bachchō̃ kō bhī ātā hai .
205Any trace will create a progeny. 206Therefore, become completely empty.
275Tō sabhī khuśhī mē̃ nāchtē-gātē hō yā kabhī rōtē bhī hō ? 276Man kā rōnā bhī rōnā hai . 277Ghar vālē duḥkh dētē hai , isliē rōnā ātā hai !
207Achcha. 208Blessing: May you always be victorious in the effort of becoming full of all virtues using the method of total surrender.
278Vah dētē hai , āp lēnē kyō̃ hō ? 279Agar kōī chīz dētā hai , aur kōī lētā nahī̃ tō vah kiskē pās|pass rahēgī ' unkā kām hai dēnā , āp lō|low hī nahī̃ .
209Total surrender is when there is no body consciousness even in your thoughts; it is to surrender even the consciousness of your body.
280६३ janm tō rōyā abhī dil pūrī nahī̃ huī hai ' jis chīz sē dil bhar jātī hai vah kabhī nahī̃ kiyā jātā .
210Those who surrender themselves totally, even the thought “I am soandso” become full of all virtues.
281Paramātmā K|kē bachchē kabhī rō nahī̃ saktē . 282Rōnā band .
211They do not lack any virtues.
283Ṭaṅkī sukhā K|kē jānā . 284Na ā̃khō̃ kā rōnā , na man kā rōnā . 285Jahā̃ khuśhī hōgī vahā̃ rōnā nahī̃ hōgā . 286Khuśhī vā pyār K|kē āṅsū kō rōnā nahī̃ kahā jātā .
212BapDada gives the effortmakers, who surrender everything and have the aim of becoming full of all virtues and perfect, the blessing of being constantly victorious.
287Tō yōg key|kī dhūp mē̃ ṭaṅkī kō sukhā K|kē jānā . 288Vighna kō vighna na samajh khēl samajhē̃gē tō pās|pass hō jāyēṅgē . 289Achchhā .
213Slogan: Only those who control their mind can remain in the state of manmanabhav. 214* * * O MS H A N T I * * *