बुधवार 7 मार्च 1990 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 107-03-90 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 07-03-90 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2Ruling tathā controlling power sē svarājya key|kī prāpti

1The attainment of self­sovereignty with ruling and controlling power.

3Avyakt bāpdādā apnē bachchō̃ prati bōlē  : 4Āj bachchō̃ K|kē snēhī bāpdādā har ēk bachchē kō viśhēṣh dō bātō̃ mē̃ check kar rahē thē .

2Today, BapDada who has love for the children was especially checking two aspects in every child.

5Snēh kā pratyakṣha svarup bachchō̃ kō sampann aur sampūrṇ banānā hai .

3The practical form of love is to make the children complete and perfect.

6Har ēk mē̃ ruling power aur controlling power kahā̃ tak āī hai - āj yah dēkh rahē thē .

4Today, Baba was seeing how much ruling power and controlling power there is in each one.

7Jaisē ātmā key|kī sthūl karmēnndriyā̃ ātmā K|kē control sē chaltī hai , jab chāhē , jaisē chāhē aur jahā̃ chāhē vaisē chalā saktē haĩ aur chalātē rahtē haĩ .

5The physical organs of the body function through control by the soul, so that it can use them whenever it chooses, however it chooses and wherever it chooses.

8Controlling power bhī hai .

6That is controlling power.

9Jaisē hāth-pā̃v sthūl śhaktiyā̃ haĩ aisē man-buddhi saṅskār ātmā key|kī sūkṣhma śhaktiyā̃ haĩ .

7Just as the hands and feet are physical powers, in the same way, the mind, intellect and sanskars are your subtle powers.

10Sūkṣhma śhaktiyō̃ kē ūpar control karnē key|kī power arthāt man-buddhi kō , saṅskārō̃ kō jab chāhē̃ , jahā̃ chāhē , jaisē chāhē̃ , jitnā samay chāhē̃ - aisē controlling power , ruling power āī hai  ?

8Have you developed the power to control the subtle powers, that is, controlling power and ruling power to use the mind, intellect and sanskars whenever you choose, wherever you choose, however you choose and for however long you choose?

11Kyōṅki is brāhmaṇ-jīvan mē̃ master almighty authority bantē hō .

9Because in this Brahmin life you become a master almighty authority.

12Is samay key|kī prāpti sārā kalp rājya rūp aur pujārī K|kē rūp mē̃ chaltī rahtī hai .

10The attainment of this time continues for the whole cycle in the form of a ruler and then in the form of a worshipper.

13Jitnā hī ādhā kalp viśhva key|kī rājy-sattā prāpt kartē hō , us anusār hī jitnā śhaktiśhālī rājya pad vā pūjya pad miltā hai , utnā hī bhakti-mārg mē̃ bhī śhrēṣhṭh pujārī bantē hō .

11To whatever extent you claim the kingdom of the world for half a cycle, that is, however powerful your status of a ruler and however worthy of worship you become, to that extent you become an elevated worshipper on the path of devotion.

14Bhakti mē̃ bhī śhrēṣhṭh ātmā key|kī man-buddhi-sãskārō̃ kē ūpar controlling power rahtī hai .

12In devotion, too, an elevated soul has controlling power over the mind, intellect and sanskars.

15Bhaktō̃ mē̃ bhī nambaravār śhaktiśhālī bhakta bantē haĩ .

13The devotees, too, become powerful numberwise.

16Arthāt jis iṣhṭ key|kī bhakti karnē chāhē̃ , jitnā samay chāhē̃ , jis vidhi sē karnē chāhē̃ - aisī bhakti kā phal , bhakti key|kī vidhi pramāṇ santuṣhṭatā , ēkāgratā , śhakti aur khuśhī kō prāpt kartā hai .

14That is, whichever special deity they choose to worship, for as long as they want and by whichever method, according to the method of their devotion, they attain the fruit of that devotion in the form of contentment, stability, power and happiness.

17Lēkin rājya-pad aur bhakti key|kī śhakti key|kī prāpti kā ādhār yah brāhmaṇ janm hai .

15However, this Brahmin birth is the basis of the ruling status and the power of devotion.

18Tō is saṅgamuyag kā chhōṭā-sā ēk janm sārē kalp K|kē sarv janmō̃ kā ādhār hai  !

16So this one short birth of the confluence age is the basis for all the births of the whole cycle.

19Jaisē rājya karnē mē̃ viśhēṣh bantē hō vaisē hī bhakta bhī viśhēṣh bantē hō , sādhāraṇ nahī̃ .

17Just as you become special in ruling the kingdom, in the same way, you become special devotees, not ordinary.

20Bhakt-mālā vālē bhakta alag haĩ lēkin āp āpēhī pūjya āpēhī pujārī ātmāō̃ key|kī bhakti bhī viśhēṣh hai .

18The devotees of the rosary of devotees are separate, but the devotional attainment of you souls, who become worthy of worship yourselves as well as becoming worshippers, is special.

21Tō āp bāpdādā bachchō̃ K|kē is mūl ādhār janm kō dēkh rahē thē .

19So, today, BapDada was seeing this birth of the children which is the main basis.

22Ādi sē ab tak brāhmaṇ-jīvan mē̃ ruling power , controlling power sadā aur kitnī percentage mē̃ rahī hai .

20From the beginning until now, with what constancy and to what percentage have there been ruling power and controlling power in Brahmin life.

23Ismē̃ bhī pahlē apnī sūkṣhma śhaktiyō̃ key|kī result kō check karō .

21Within this, first of all, check the result of your subtle powers.

24Result mē̃ kyā dikhāī dētā hai  ?

22What is visible in your result?

25Is viśhēṣh tīn śhaktiyō̃ - ` ` man-buddhi-sanskār ' ' par control hō tō iskō hī svarājya adhikārī kahā jātā hai .

23Controlling power over these three special powers ­ the mind, intellect and sanskars ­ is known as self­sovereignty.

26Tō yah sūkṣhma śhaktiyā̃ hī sthūl karmēnndriyō̃ kō saṅyam aur niyam mē̃ chalā saktī haĩ .

24These subtle powers can make the physical organs work with discipline according to the system.

27Result kyā dēkhī  ?

25What result did Baba see?

28Jab , jahā̃ , aur jaisē - in tīnō̃ bātō̃ mē̃ abhī yathāśhakti haĩ . 29Sarvśhakti nahī̃ haĩ lēkin yathāśhakti . 30Jiskō double vidēśhī apnī bhāṣhā mē̃ something ( S o m e t h i n g ) akṣhar use kartē haĩ .

26The result seen was that all are according to their capacity in these three aspects, in being able to use them whenever, wherever and however they choose. 27There isn't full power, but power is according to capacity.

31Tō iskō almighty authority kahē̃gē  ? 32Mighty tō haĩ lēkin al haĩ  ?

28The double foreigners use the words 'something’ a lot in their language.

33Vāstav mē̃ iskō hī brāhmaṇ-jīvan kā foundation kahā jātā hai .

29Would this be called “being an almighty authority”? 30You are mighty, but are you all­mighty?

34Jiskā jitnā sva par rājya hai arthāt sva kō chalnē aur sarv kō chalānē key|kī vidhi ātī hai , vahī number āgē lētā hai . 35Is foundation mē̃ agar yathāśhakti hai tō automatically number pīchhē hō jātā hai .

31In fact, this is called the foundation of Brahmin life. 32And to whatever extent someone has authority over the self, that is, if a soul knows the method of making the self and all others move, he claims a number ahead.

36Jiskō svayã kō chalānē aur chalnē ātā hai vah dūsrō̃ kō bhī sahaj chalā saktā hai arthāt handling power ā jātī hai .

33But if a soul is according to capacity within this foundation, the number is automatically put behind.

37Sirph dūsrē kō handling karnē kē liē handling power nahī̃ chāhiē . 38Jō apnī sūkṣhma śhaktiyō̃ kō handle kar saktā hai .

34Someone who knows how to conduct himself properly and move along easily is also able to make others move along.

39Vah dūsrō̃ kō bhī handle kar saktā hai . 40Tō sva kē ūpar controlling power , ruling power sarv kē liē yathārth handling power ban jātī hai . 41Chāhē agyānī ātmāō̃ kō sēvā dvārā handle karō , chāhē brāhmaṇ-parivār mē̃ snēh sampann , santuṣhṭatā sampann vyavahār karō - dōnō̃ mē̃ saphal hō jāyēṅgē . 42Kayōṅki kaī bachchē aisē haĩ jō bāp kō jānnā , bāp kā bannā aur bāp sē prīt key|kī rīti nibhānā - yah bahut sahaj anubhav kartē haĩ lēkin sabhī brāhmaṇ-ātmāō̃ sē chalnā - ismē̃ something kahtē haĩ .

35This is what you call having handling power.

43Iskā kāraṇ kyā  ? 44Bāp sē nibhānā sahaj kyō̃ lagtā hai  ?

36There shouldn't be handling power simply to handle others.

45Kyōṅki dil kā pyār aṭūṭ hai . 46Pyār mē̃ nibhānā sahaj hōtā hai .

37Someone who is able to handle the subtle powers of the self is also able to handle others.

47Jissē pyār hōtā hai uskā kuchh śhikṣhā kā iśhārā milnā bhī pyārā lagtā hai aur sadaiv dil mē̃ anubhav hōtā hai ki jō kuchh kahā mērē kalyāṇ kē liē kahā . 48Kyōṅki uskē prati dil key|kī śhrēṣhṭh bhāvnā hōtī hai .

38Controlling power and ruling power for the self become accurate handling power for others. 39Whether you handle not­gyani souls through service, or whether you interact with the Brahmin family with love and contentment, you will be successful in both.

49Tō jaisē āpkē dil mē̃ unkē prati śhrēṣhṭh bhāvnā hai , vaisē hī āpkī śhubhbhāvnā kā return dūsrē dvārā bhī prāpt hōtā hai .

40Because some children experience it to be very easy to know Baba, to belong to Baba and to fulfil the responsibility of love for Baba, they experience this to be very easy.

50Jaisē gumbaj mē̃ āvāj kartē hō tō vahī lauṭkar āpkē pās|pass ātī hai .

41However, they have to be able to move along with all Brahmin souls, but they say “something” for that.

51Tō jaisē bāp kē prati aṭūṭ , akhaṇḍ , aṭal pyār hai , śhrēṣhṭh bhāvnā hai , niśhchay hai - aisē brāhmaṇ-ātmāē̃ nambaravār hōtē huē bhī ātmik pyār aṭūṭ , akhaṇḍ hai  ? 52Variety chalan , variety saṅskār dēkhkar pyār kartē haĩ vah aṭūṭ aur akhaṇḍ nahī̃ hōtā hai . 53Kisī bhī ātmā key|kī apnē prati vā dūsrō̃ kē prati chalan arthāt charitra vā saṅskār dil-pasand nahī̃ hōṅgē tō pyār key|kī percentage kam hō jātī hai . 54Lēkin ātmā kā śhrēṣhṭh ātmā K|kē bhāv sē ātmik pyār usmē̃ percentage nahī̃ hōtī hai .

42What is the reason for that?

55Kaisē bhī saṅskār hō̃ , chalan hō lēkin brāhmaṇ-ātmāō̃ kā sārē kalp mē̃ aṭūṭ sambandh hai , īśhvarīy parivār hai .

43Why is it easy to fulfil the responsibility with the Father? 44Because there is unbreakable love from the heart.

56Bāp nē her|har ātmā kō viśhēṣh chunkar īśhvarīy parivār mē̃ lāyā hai .

45It is easy to fulfil one's responsibility out of love.

57Apanē-āp nahī̃ āyē haĩ , bāp nē lāyā hai . 58Tō bāp kō sāmnē rakhnē sē her|har ātmā sē bhī ātmik aṭūṭ pyār hō jātā hai . 59Kisī bhī ātmā key|kī kōī bāt āpkō pasand nahī̃ ātī tab hī pyār mē̃ antar ātā hai .

46When you have love for someone, you love the signal of teachings given by that one, and your heart always experiences that whatever has been said is for your benefit, because there are elevated feelings of love in the heart for that one.

60Us samay buddhi mē̃ yahī rakhō ki is ātmā kō bāp nē pasand kiyā hai , avaśhya kōī viśhēṣhtā hai tab bāp nē pasand kiyā hai .

47Just as there are elevated feelings of love in your heart for that one, in the same way, the return of your good wishes is received from others.

61Śhurū sē bāpdādā bachchō̃ kō yah sunātē rahtē haĩ ki mānō̃ 36 guṇō̃ mē̃ kismē̃ 35 guṇ nahī̃ haĩ lēkin ēk guṇ bhī viśhēṣh hai tab bāp nē unkō pasand kiyā hai . 62Bāp nē unkē 35 avguṇ dēkhē vā ēk hī guṇ dēkhā  ? 63Kyā dēkhā  ? 64Sabsē baṛē-tē-baṛā guṇ vā viśhēṣhtā bāp kō pahchānnē key|kī buddhi , bāp K|kē bannē key|kī himmat , bāp sē pyār karnē key|kī vidhi hai jō sārē kalp mē̃ dharm-pitāō̃ mē̃ bhī nahī̃ thī , rājya nētāō̃ mē̃ bhī nahī̃ , dhanvānō̃ mē̃ bhī nahī̃ lēkin us ātmā mē̃ haĩ .

48When you create a sound in a dome, it echoes and comes back to you.

65Bāp āp sabsē pūchhtē haĩ ki āp jab bāp kē pās āyē tō guṇ sampann hō K|kē āyē thē  ? 66Bāp nē āpkī kamjōriyō̃ kō dēkhā kyā  ? 67Himmat baṛhāī hai nā ki āp hī mērē thē , haĩ aur sadā banē̃gē . 68Tō follow father karō nā  !

49Just as you have unbreakable, constant, stable love and elevated feelings and faith, then, even though Brahmins souls are numberwise, is there constant and unbreakable soul­conscious love for them in the same way?

69Jab viśhēṣh ātmā samajh kiskō bhī dēkhē̃gē , sambandh-sampark mē̃ āyēṅgē tō bāp kō sāmnē rakhnē sē ātmā mē̃ svataḥ hī ātmik pyār emerge hō jātā hai .

50You do have love, but when you see the variety of activity and the variety of sanskars, there isn't unbreakable and constant love.

70Āpkē snēh sē sarv K|kē snēhī ban jāyēṅgē aur ātmik snēh sē sadā sabhī dvārā sadbhāvnā , sahyōg key|kī bhāvnā svataḥ hī āpkē prati duāō̃ K|kē rūp mē̃ prāpt hōgī . 71Iskō kahtē haĩ . 72Rūhānī yathārth śhrēṣhṭh handling .

51If a soul's activity, that is, behaviour and sanskars towards the self or others is not how you like it, the percentage of love is reduced. 52However, when there is soul­conscious love for souls with the feelings of those souls being elevated souls, there isn't a percentage.

73Bāpdādā āj muskārā rahē thē . 74Bachchō̃ mē̃ tīn śhabdō̃ K|kē kāraṇ controlling power , ruling power kam hō jātī hai .

53Whatever the sanskars and activity are like, Brahmin souls have an unbreakable relationship throughout the cycle.

75Vah tīn śhabda haĩ - 1 . why ( W H Y , kyō̃ ) , 2 . vāṭ ( W H A T , kyā ) , 3 . vānṭa ( W A N T , chāhiē ) .

54This is the Godly family. 55The Father has especially selected every soul and brought that soul into the Godly family.

76Yah tīn śhabda khatm kar ēk śhabda bōlō .

56You did not come by yourselves; the Father brought you.

77Why āyē tō bhī ēk śhabda bōlō - vāh , what śhabda āyē tō bhī bōlō ` ` vāh ' ' .

57So, by keeping the Father in front of you, there is unbreakable soul­conscious love for every soul.

78` ` vāh ' ' śhabda tō ātā hai nā . 79Vāh bābā , vāh maĩ aur vāh drama .

58It is when you do not like something about a soul that there is a difference in your love.

80Sirph ` ` vāh ' ' bōlē tō yah tīn śhabda khatm hō jāyēṅgē . 81Us din bhī sunāyā nā ki bāpdādā nē kaun sā khēl dēkhā  ! 82Āp lōgō̃ kā ēk chitra pahlē kā banāyā huā hai jismē̃ dikhāyā hai - yōgī yōg lagā rahā hai , buddhi kō ēkāgrachit kar rahā hai , balance rakh rahā hai , balance key|kī tarājū dikhāī hai , jitnā buddhi kā balance kartā utnā kōī bandar ākar baiṭh jātā hai .

59At that time, keep this awareness in your intellect: The Father has selected that soul, so there must definitely be some speciality; that is why He has selected that one. 60From the beginning, BapDada has been telling the children: For instance, out of the 36 virtues, if someone doesn't have 35 virtues but has only one special virtue, that is why the Father has chosen them.

83In tīnō̃ bātō̃ kā bandar ā jātē haĩ tō balance kyā hōgā  !

61Did He see that one’s 35 defects or the one virtue? 62What did He look at?

84Halchal hō jāyēgī , balance nahī̃ rahēgā . 85Tō yah tīn śhabda balance kō samāpt kar dētē haĩ , buddhi kō nachānē lagtē haĩ . 86Bandar ārām sē baiṭh saktā hai kyā  ?

63The greatest virtue and speciality is of having the intellect with which to recognise the Father, the courage to belong to Him and knowing the method of loving Him.

87Aur kuchh nahī̃ hō tō pū̃chh kō hī hilātā rahēgā .

64This was not known by the founders of religion throughout the cycle.

88Tō ismē̃ bhī balance na hōnē K|kē kāraṇ bāp dvārā her|har kadam mē̃ jō duāyē̃ miltī haĩ vā ātmik snēh kāraṇ parivār dvārā jō duāyē̃ miltī haĩ ussē vañchit hō jātē haĩ .

65The rulers did not know this, the wealthy ones did not know this, but that soul has this speciality. 66Baba is asking all of you: When you came to the Father, did you come full of virtues?

89Jaisē bāp sē sambandh rakhnā avaśyak hai , aisē īśhvarīy parivār sē sambandh rakhnā bhī ati avaśyak hai .

67Did the Father look at your weaknesses? 68He increased your courage: You were Mine, you are Mine and you will always belong to Me.

90Sārē kalp mē̃ number one ātmā brahmā bāp aur īśhvarīy parivār K|kē sambandh-sampark mē̃ ānā hai . 91Aisē nahī̃ samajhnā - achchhā , bāp tō hamārā hai , ham bāp K|kē hai . 92Yah bhī pass with honour key|kī niśhānī nahī̃ hai .

69So, you should follow the Father. 70When you look at someone and see that one as a special soul, when you come into relationship and connection with such a soul, by keeping the Father in front of you, soul­conscious love will automatically emerge from within the soul.

93Kyōṅki āp sanyāsī ātmāē̃ nahī̃ hō .

71Because of your love, you will be loved by everyone.

94R̥iṣhi-muni key|kī ātmāē̃ nahī̃ hō . 95Kinārā karnē vālē nahī̃ hō lēkin viśhva kā sahārā bannē vālī ātmāē̃ hō .

72Then, with soul­conscious love, you will automatically receive good wishes, co­operation and pure feelings in the form of blessings from everyone.

96Viśv-kinārā nahī̃ , viśhva-kalyāṇakārī hō .

73This is known as spiritual, accurate, elevated handling.

97Brāhmaṇ-ātmāō̃ key|kī tō bāt chōṛō̃ lēkin prakr̥iti kō bhī parivartan karnē K|kē sahārē āp hō  !

74Today, BapDada was smiling because controlling power and ruling power decrease in the children due to 3 words.

98Parivār K|kē avināśhī pyār K|kē dhāgē K|kē bīch sē nikal nahī̃ saktē hō .

75First of those three words is “why?”, the second “what” and the third “want”.

99Vijayī ratna pyār K|kē dhāgē K|kē bīch sē nikal nahī̃ saktē .

76Finish these 3 words and use one word.

100Isliē kabhī bhī kisī bhī bāt mē̃ , kisī sthān mē̃ , kisī sēvā sē , kisī sāthī sē kinārā karkē apnī avasthā kō achchhā banākē dikhāū̃ - yah saṅkalp nahī̃ karnā . 101Kahtē haĩ nā - ham iskē sāth nahī̃ chal saktē , uskē sāth chalē̃gē , is sthān par unnati nahī̃ hōgī , dūsrē sthān par hōgī , is sēvā mē̃ vighna hai , dūsrī sēvā mē̃ achchhā hōgā . 102Yah sab kinārā karnē key|kī bātē̃ haĩ . 103Agar ēk bār yah ādat āpnē mē̃ ḍālī tō yah ādat āpkō kahā̃ bhī ṭiknē nahī̃ dēgī , buddhi kō ēkāgr rahnē nahī̃ dēgī .

77When there is “why?” just use one word “Wah”.

104Kyōṅki buddhi kō badalnē key|kī ādat paṛ gaī .

78When you say, “What?” then also say, “Wah!, wah!”

105Yah bhī kamjōrī ginī jāyēgī , unnati nahī̃ ginī jāyēgī .

79You know how to use the word “Wah”, do you not? 80Wah Baba!

106Sadaiv apnē mē̃ śhubh ummīdē̃ rakhō , nāummīd nahī̃ banō .

81Wah! wah me and wah drama! 82So simply say, “Wah!” and these 3 words will finish.

107Jaisē bāp nē her|har bachchē mē̃ śhubh ummīdē̃ rakhī .

83The other day, Baba also told you about the game He saw.

108Kaisē bhī haĩ , bāp last number sē bhī kabhī dilśhikasta nahī̃ banē . 109Sadā hī ummīd rakhī . 110Tō āp bhī na apnē sē , na dūsrē sē , na sēvā mē̃ nāummīd , dilśhikasta nahī̃ banō . 111Dilśhāh banō .

84There is a picture that you people made earlier in which a yogi is shown having yoga; he is trying to stabilize the intellect, he is trying to keep balance and the balance is shown in the form of scales.

112Śhāh mānā phrākdil , sadā baṛī dil . 113Kōī bhī kamjōr saṅskār nahī̃ dhāraṇ karō .

85The more he tries to balance the intellect, the more a monkey comes and sits on them.

114Māyā bhinn-bhinn rūp sē kamjōr banānē kā prayās kartī hai .

86When the monkey of these 3 things comes, then what happens to the balance?

115Lēkin āp māyā K|kē bhī knowledgeful hō , nā ki adhūrī knowledge hai  ?

87There would be fluctuation; there would not be balance.

116Yah bhī yād rakhō ki māyā nayē-nayē rūp mē̃ ātī hai , purānē rūp mē̃ nahī̃ .

88So these 3 words finish the balance and begin to make the intellect dance (go up and down).

117Kyōṅki vah bhī jāntī hai ki yah pahchān lē̃gē .

89Can a monkey sit comfortably?

118Bāt vahī hōtī hai lēkin rūp nayā dhāraṇ kar lētī hai . 119Samjhā  !

90If nothing else, it keeps waving its tail.

120Achchhā  ! 121Teachers māyā K|kē knowledgeful hō  ? 122Sirph knowledge nahī̃ lēkin knowledgeful hō  ? 123Bāp kō pahchān liyā - sirph yah nahī̃ sōchō , māyā kō bhī pahchānnā hai .

91Here, too, because there isn't balance, souls remain deprived of the blessings they can claim from Baba at every step and from the the blessings they can receive from the Brahmin family due to spiritual love.

124Abhī bandhan mē̃ bandh gaī hō vā kaṭhin lagtā hai  ? 125Mīṭhā bandhan lagtā yā thōṛā muśhkil bandhan lagtā  ?

92Just as it is necessary to keep a relationship with Baba, in the same way, it is extremely necessary to keep a relationship with the Godly family.

126Sōchtē hō - yah tō bahut marnā paṛēgā , bāp K|kē ban gayē ab phir yah karnā hai , yah karnā hai , kahā̃ tak karē̃gē  !

93Throughout the cycle, you are to have a relationship and connection with Brahma Baba, the number one soul, and the Godly family.

127Agar yah patā hōtā tō ātē hī nahī̃ - aisā sōch chaltā hai  ?

94Do not think, "Baba is mine and I am Baba's anyway."

128Jahā̃ pyār hai vahā̃ kōī muśhkil nahī̃ .

95That is not a sign of passing with honours.

129Pataṅgā bhī śhamā par kurbān hō jātā hai .

96You souls are not sannyasi souls. 97You are not rishi and muni souls.

130Tō āp śhrēṣhṭh ātmāē̃ paramātma-pyār kē pīchhē muśhkil anubhav kar saktī hō kyā  ?

98You are not the souls who step away from the world, but are the souls who become the support of the world.

131Jab parvānā kurbān hō saktā hai tō āp kyā nahī̃ kar saktī  ?

99You are not the ones who step away from the world, but are world benefactors.

132Jis ghaṛī muśhkil anubhav hōtā hai tō jarūr pyār key|kī percentage mē̃ antar ā jātā hai , isliē kuchh samay muśhkil lagtā hai .

100Leave aside the question of Brahmin souls; you are the support that transforms matter too. 101You cannot break away from the thread of the eternal love of the family.

133Agar hōvē hī muśhkil tō sadā muśhkil lagnā chāhiē , kabhī-kabhī kyō̃ muśhkil lagtā  ?

102A victorious jewel cannot break away from the rosary of the thread of love.

134Paramātmā aur āpkē bīch mē̃ kōī bāt ā jātī hai , isliē muśhkil hō jātā hai aur percentage mē̃ phark paṛ jātā hai . 135Vah bīch sē nikāl dō tō phir sahaj hō jāē .

103Therefore, never have the thought: I can step away from a particular aspect of a place, or from a particular type of service or from a companion and then make my stage good and show everyone.

136Bāpdādā sadā kahtē haĩ teachers arthāt sadā svayã himmat mē̃ rahnē vālī aur dūsrō̃ kō himmat dēnē kē nimitt bannē vālī . 137Nahī̃ tō teacher banī kyō̃  ? 138Teacher mānā hī student kē nimitt haĩ .

104You say, “ I am not able to get on with this one, I will get on with that one; there isn't progress at this place, there will be progress at another place; there are obstacles in this service, other service will be better.”

139Kamjōr kō himmat dē āgē baṛhānē key|kī sēvā kē nimitt hō .

105All of these are thoughts that will make you step away.

140Saphal teacher key|kī pahlī niśhānī yah hōgī - vah kabhī himmathīn nahī̃ banē̃gī .

106Once you instil this habit in yourself, it will not allow you to be stable anywhere.

141Jō khud himmat mē̃ rahtā hai vah dūsrē kō bhī himmat jarūr dētā hai .

107Nor will it allow the intellect to stabilise itself because the intellect has the habit of constantly changing.

142Khud mē̃ hī himmat kam hōgī tō dūsrē kō bhī nahī̃ dē sakē̃gē . 143Achchhā  !

108Therefore, this too is considered to be weakness; this would not be considered to be progress.

144Chārō̃ ōr K|kē himmatē bachchē madadē bāp K|kē adhikār kō anubhav karnē vālē , sadā svarājya key|kī śhaktiyō̃ kō her|har samay pramāṇ prayōg mē̃ lānē vālē , sadā bāp aur sarv ātmāō̃ K|kē aṭūṭ snēhī , sadā her|har kārya mē̃ , sambandh-sampark mē̃ ` ` vāh-vāh ' ' K|kē gīt gānē vālē , aisī almighty authority bachchō̃ kō bāpdādā kā yād-pyār aur namastē . 145Double vidēśhī bhāī-bahanō̃ K|kē group sē avyakt bāpdādā key|kī mulākāt 1461 . sabhī apnē kō sadā bhāgyavān ātmā samajhtē hō  ? 147Vō lōg tō apnē bhāgya key|kī prāpti kē liē kitnā sādhan apnātē haĩ  !

109You must always have pure hopes for yourself, just as Baba has pure hopes for every child.

148Kabhī sōchē̃gē - putravān ban jāē̃ , kabhī sōchē̃gē - dhanvān ban jāē̃ , kabhī sōchē̃gē – āyuṣhvān ban jāē̃ .

110No matter what anyone is like, Baba has never lost hope, even for those who would be the last number. 111He has always had hope.

149Aur māṅgtē bhī kissē haĩ  ? 150Bāp sē aur āp pūjya ātmāō̃ sē .

112So, you too must never lose hope for yourself, for others or for service.

151Kyōṅki āp śhrēṣhṭh ātmaō̃ kō bhāgya dēnē vālā svayã bhāgyavidhātā bāp hai . 152Āpkā tō māṅgnā pūrā hō gayā nā .

113Don't lose hope, be generous­hearted, not disheartened. ‘Generous’ means constantly having a big heart.

153Yā kabhī-kabhī thōṛā māṅgtē hō  ?

114Do not adopt any weak sanskars.

154Mērā nām hō , mērā śhān hō - yah bhī nahī̃ . 155Svamān mil gayā .

115Maya tries in many different forms to make you weak.

156Uskē āgē yah alpkāl kā mān kyā hai  ! 157Yah bhī māṅgnē kā saṅkalp nahī̃ ātā , māṅgnā khatm hō gayā nā  ?

116However, you are also the ones who are knowledge­full about Maya, or do you only have incomplete knowledge?

158Gyānī tū ātmā hō gayē nā , bhakta tū ātmā nahī̃ .

117Also remember that Maya only comes in new forms.

159Kamjōr ātmā kō bhī bāpdādā bhakta kah dētē haĩ tō āp aisē bhakta bhī nahī̃ hō nā  ! 160Buddhivān hō .

118She does not come in the same old form, because she knows that you will recognise her.

161Gyānī tū ātmā arthāt buddhivān ātmā .

119It is the same thing but she adopts a new form.

162Ichchhā mātram avidyā - aisī ātmāē̃ hō nā  ?

120Did you understand? 121Achcha.

163Binā māṅgē sab miltā hai , māṅgnē key|kī kyā āvaśhyaktā hai .

122Are you teachers knowledge­full about Maya?

164Kōī kamī hōtī hai tō māṅgnā paṛtā hai .

123Not just to have knowledge, but to be knowledge­full.

165Agar svayã hī sarv prāpti hō jāē̃ tō māṅgnē kā saṅkalp bhī nahī̃ uṭhēgā .

124Don’t think that you have recognised the Father; you also have to recognise Maya.

166Aisē ichchhā mātram avidyā arthāt gyānī tū ātmā .

125Are you all tied in bondage or do you find it difficult?

167Ēk sāth sab kuchh dē diyā , ēk-ēk kahnē key|kī jarūrat hī nahī̃ .

126Do you find it a sweet bondage, or do you find it a little difficult?

168Kyōṅki bāp jāntē haĩ inhō̃ kō māṅgnē bhī nahī̃ ātā .

127Do you think that you will have to die a lot?

169Thōṛī-thōṛī chīj mē̃ hī khuśh hō jātē haĩ . 170Abhī tō māṅgnē vālē sē dātā K|kē bachchē māsṭaradātā ban gayē .

128Do you think: You belong to Baba now, but this has to be done, that has to be done, for how long will this continue?

171Jō bāp sē milā hai vah itnā milā hai ki māsṭaradātā ban gayē .

129Do you think, “If I had known all that, I would not have come.”?

172Aisē haĩ nā  ? 173Sabhī pakkē hō nā  ?

130Where there is love, nothing is difficult.

174Jab bāp sarvśhaktivān haĩ tō bachchē kachchē kaisē hōṅgē  ? 175Māyā kitnī bhī kōśhiśh karē - kachchē nahī̃ banā saktī .

131Moths sacrifice themselves to a flame. 132So, can you elevated souls experience anything to be difficult with God's love?

176Kyōṅki āp dūr sē hī jān lētē hō ki māyā ā rahī hai .

133If a moth can sacrifice itself, what can you not do?

177Don't care . 178Vah bhī pahchān jātī hai ki yah master sarvśhaktivān haĩ , yahā̃ kām nahī̃ hōgā .

134Where there is the experience of difficulty, there is definitely a difference in the percentage of love.

179Tō khud hī vāpas chalī jātī hai .

135This is why it sometimes seems difficult.

180Māyākē rūp mē̃ war|vār nahī̃ kar saktī . 181Vah saphaltā key|kī mālā ban jātī hai .

136If it was difficult, you would experience it to be difficult all the time, would you not?

182Tō sabhī aisē vijayī hō  ?

137Why only sometimes?

183Pāṇḍav arthāt vijayī . 184Kabhī kuchh bhī dēkhō-sunō tō apanē-āpasē bāt karō ki maĩ vahī pāṇḍav hū̃ , anēk bār key|kī vijayī hū̃ .

138It is because there is something between you and God that you find it difficult and that is why there is a difference in the percentage.

185Yahī khuśhī hai nā  ? 186Yah bhī ātā hai yā knowledge K|kē ādhār sē kahtē hō  ?

139When that which is in between goes away, it becomes easy.

187Aisē tō nahī̃ ki bāp kahtē haĩ tō jarūr hōgā hī  ! 188Ātmā mē̃ jō record bharā huā hai vah emerge hōtā hai nā  ?

140BapDada always says that ‘teachers’ means those who have courage themselves and who become instruments for giving courage to others.

189Achchhā  ! 190Sabhī khuśhī K|kē jhūlē mē̃ jhūlnē vālē hō nā  ?

141Otherwise, why would you have become teachers?

191Bāp nē aisā jhūlā dē diyā hai jiskē liē jagah key|kī āvaśhyaktā nahī̃ , jahā̃ chāhō vahā̃ lagāō , sirph smr̥iti mē̃ hī lānā hai . 192Isliē sahaj hai .

142To be teachers means to be instruments for students. 143You are instruments to give courage to the weak ones and inspire them to move forward.

193Ismē̃ thakāvaṭ bhī nahī̃ hōtī , khuśhī kā jhūlā hai nā . 194Khuśhī mē̃ thakāvaṭ nahī̃ hōtī .

144The first sign of a successful teacher is that she will never lose courage.

195Brāhmaṇ janm hī khuśhī K|kē jhūlē mē̃ huā hai aur jāyēṅgē bhī tō khuśhī K|kē jhūlē mē̃ jhūltē jāyēṅgē . 196Aisē hī jāyēṅgē yā dard mē̃ jāyēṅgē  ?

145Those who remain courageous themselves make others courageous too. 146If there is a lack of courage in the self, you will not be able to give courage to others. 147Achcha.

197Aisē tō nahī̃ samajhē̃gē - hāy karmbandhan , karmabhōg bahut kaṛā hai  ! 198Chāhē kitnā bhī kaṛā hisāb hō lēkin āp chuktū karnē vālē haĩ . 199Tō chuktū kā sadā naśhā rahtā hai . 200Kitnā bhī purānā kaṛā hisāb hō , lēkin jab chuktū hōtā hai tō khuśhī hōtī hai .

148To the children from all directions who experience courage and a right to the Father’s help, to those who use the powers of self­ sovereignty according to the time, to those who have unbreakable love for the Father and all souls, to those who sing songs of “wah!, wah!” in every action, relationship and connection, to the children who are such almighty authority children, BapDada's love, remembrance and namaste.

201Aisē himmat hai yā ghabrā jāyēṅgē  ?

149BapDada meeting double foreign children:

202Thōṛā-sā dard hōgā tō ghabrāyēṅgē tō nahī̃  ? 203Jab paramātmā K|kē pyārē ban gayē tō usē khuśhī hōgī nā .

150As soon as you received spiritual drishti your world changed, did it not?

204Achchhā  ! 2052 . rūhānī dr̥iṣhṭi miltē hī sr̥iṣhṭi badal gaī nā  !

151You saw yourself with spiritual drishti – who am I?

206Rūhānī dr̥iṣhṭi sē apanē-āpakō dēkhā - maĩ kaun aur bāp kō dēkhā ki vahī hamārā bāp hai .

152And you also saw the Father – He alone is our Father.

207Ismē̃ sr̥iṣhṭi badal gaī .

153Through this, your world changed.

208Pūrī sr̥iṣhṭi badalī hai yā thōṛī-thōṛī kabhī chhip-chhipkar purānī sr̥iṣhṭi dēkh lētē hō  ?

154Has your whole world changed or only a little bit? 155Do you sometimes secretly look at the old world?

209Kabhī svapn mē̃ purānī duniyā ātī hai  ?

156Does the old world appear in your dreams?

210Svapn bhī badal gayē . 211Kyōṅki brāhmaṇ-jīvan arthāt sr̥iṣhṭi hī badal gaī .

157Your dreams have also changed because Brahmin life means that your world has changed.

212Bāp hī saṅsār ban gayā  !

158The Father Himself has become your world.

213Aur kuchh hai kyā  ?

159Is there anything else?

214Saṅsār mē̃ viśhēṣh dō prāpti haĩ - ēk hai vyakti , dūsrī hai vastu .

160In the world, there are two special attainments – people and possessions.

215Tō bāp nē sarv sambandh K|kē rūp mē̃ saṅsār mē̃ jō chāhiē vah dē diyā .

161Through all relationships, the Father has given you everything you need in the world.

216Sarv sambandh bāp sē anubhav hōtē haĩ  ?

162Do you experience having all relationships with the Father?

217Yā kōī sambandh vyakti sē rah gayē haĩ  ?

163Or, are there still any relationships with other people?

218Aur vastu sē kyā milā hai  ?

164And, what have you received from possessions?

219Khuśhī miltī hai , sukh miltā hai .

165You receive happiness and joy.

220Bāp nē avināśhī prāpti karāī hai .

166The Father has given you imperishable attainments.

221Tō prāpti kā anubhav hōtā hai  ?

167So, do you experience that attainment?

222Vaisē bhī dēkhō - kisī bhī ātmā sē miltē haĩ , agar kōī sadā khuśh rahnē vālā hōtā hai tō vō chēhrā achchhā lagtā hai yā jō khuśh nahī̃ hōtā hai vah achchhā lagtā hai  ?

168In any case, when you meet any soul, if it is someone who is always happy, then, do you like that face? 169Or would you like a face that is not always happy?

223Āp sadā cheerful rahtē hō  ?

170Do you always remain cheerful?

224Naśhē sē kahō - ham nahī̃ khuśh hōṅgē tō kaun khuśh rahēgā  ?

171Say with intoxication – If we don’t remain happy, then who will?

225Bāpdādā har ēk bachchē kā khuśh chēhrā dēkhnā chāhtē haĩ .

172BapDada wants to see every child’s face happy.

226Āpkō bhī vahī pasand hai tō bāp kō bhī vahī pasand hai .

173You like this and the Father also likes this.

227Isliē bāpdādā kahtē haĩ ki yah gīt sadā gātē rahō - ` ` pānā thā vō pā liyā , kām bākī kyā rahā  !

174Therefore, BapDada says: Always continue to sing this song: I have attained that which I had to; so what else is there to do?

228' ' yah gītā āpkā hai nā  !

175This is your song, is it not?

229Bāpdādā nē brāhmaṇ janm hōtē hī sabkō baṛē-tē-baṛā khazānā ` ` khuśhī ' ' dī|the .

176As soon as you took Brahmin birth, BapDada gave you happiness, the greatest treasure of all.

230Yah brāhmaṇ janm key|kī gift hai .

177This is the gift of Brahmin birth.

231Sirph sambhālanē mē̃ kabhī-kabhī albēlē hō jātē hō tab sadā nahī̃ hōtā hai .

178You sometimes become a little careless in taking care of it, and you then don’t always remain happy.

232Bāpdādā kē pās bachchō̃ kē liē hī yah khazānē haĩ .

179BapDada has these treasures only for you children.

233Jiskō jitnā chāhiē utnā miltā hai , hisāb key|kī bāt nahī̃ hai .

180Each one of you can take as much as you want; there is no question of accounting for it.

234Sabkā pūrā adhikār hai .

181Everyone has a full right.

235Achchhā  !

182Achcha.

236Bāpdādā nē vidāī K|kē samay sabhī bachchō̃ kō hōlī|holy key|kī mubārak dī|the 237Hōlī|holy bachchō̃ kē liē sadā hōlī|holy hai .

183Blessing: May you attain success in every action with your knowledge­full, powerful and loveful form and become an embodiment of success.

238Sadā hī jñān-raṅg mē̃ raṅgē huē hō , isliē khās raṅg lagānē key|kī āvaśhyaktā hī nahī̃ paṛtī .

184When you do service through words, let your mind be powerful. 185Change the minds of others with your mind.

239Yē lōg tō lagātē bhī nahī̃ haĩ nā . 240Foreign mē̃ nahī̃ lagātē hō . 241Vah tō huā manōrañjan .

186That is, control their minds with your mind and give light and might through your words and make them knowledge­full.

242Bākī raṅg mē̃ raṅgkar Mickey mouse nahī̃ bannā hai . 243Sadā holy hans hō , hōlī|holy rahnē vālē hō aur hōlī|holy manānē vālē hō .

187Through your actions, that is, through your connection and your entertaining activity, give them the experience of the real family.

244Aurō̃ kō bhī hōlī|holy banānē kā raṅg ḍāltē hō . 245Sabhī bachchō̃ kō hālī key|kī mubārak hō aur sāth-sāth umaṅg-utsāh vālī jīvan mē̃ uṛnē key|kī bhī mubārak hō .

188When you perform every action by staying in all these 3 forms, you will automatically become an embodiment of success. 189Slogan: Accumulate the power of pure thoughts in yourself and this power will become a means of safety.

246Achchhā  !

190* * * O MS H A N T I * * *