मंगलवार 13 मार्च 1990 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 113-03-90 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 13-03-90 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2Saṅgam par paramātmā kā ātmāō̃ sē vichitr milan

1The unique meeting of souls with the Supreme Soul at the Confluence Age.

3Avyakt bāpdādā apnē bachchō̃ prati bōlē  : 4Āj anēk bār milnē vālē sikīladhē bachchē phir sē ākar milē haĩ .

2Today, the long­lost and now­found children who have met Baba many times have come to meet once again.

5Bāp bhī usī pahchān sē bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ aur bachchē bhī usī ` ` anēk bār milnē vālī smr̥iti ' ' sē mil rahē haĩ .

3The Father sees the children with that recognition and the children too are meeting with the awareness of having met many times before.

6Yah ātmā aur paramātmā bāp kā vichitr milan hai .

4This meeting of souls with the Father, the Supreme Soul, is a unique meeting.

7Sārē kalp mē̃ kōī bhī ātmā is smr̥iti mē̃ nahī̃ miltī ki anēk bār milnē bād phir sē milē haĩ . 8Chāhē samay prati samay dharm-pitāē̃ āyē haĩ aur apnē followers kō ūpar sē nīchē lāyē lēkin dharm-pitāē bhī is smr̥iti sē nahī̃ miltē haĩ ki anēk kalp milē huē phir sē mil rahē haĩ . 9Is spaṣhṭ smr̥iti sē sivāē parampitā K|kē kōī ātmāō̃ sē mil nahī̃ saktē . 10Chāhē is kalp mē̃ pahlī bār hī miltē haĩ lēkin miltē hī purānī smr̥iti , purānī pahchān jō ātmāō̃ mē̃ saṅskār K|kē rūp mē̃ record bharā huā hai - vah emerge hō jātā hai aur dil sē yahī smr̥iti kā āvāz ātā hai yah vahī mērā bāp hai .

5Throughout the entire cycle, no other souls are able to meet Baba with the awareness that they are meeting Him once again after having met many times before.

11Bachchē kahtē tum hō mērē aur bāp kahtē tum hō mērē . 12Mērā saṅkalp utpanna huā , usī second us śhaktiśhālī smr̥iti sē saṅkalp sē nayā jīvan aur nayā jahān mil gayā . 13Aur sadā kē liē ` ` mērā bābā ' ' is smr̥iti-svarūp mē̃ ṭik gayē .

6Even though those founders of religion came from time to time and brought their followers down from up above, they too do not meet with the awareness that they have met for many cycle before and are meeting once again.

14Jaisē ki smr̥iti svarūp banē tō smr̥iti K|kē return mē̃ sāmarthī svarūp banē .

7No one except the Supreme Father can meet souls with this clear awareness.

15Samarth svarūp ban gayē nā , kamjōr svarūp tō nahī̃ hō nā  ? 16Aur jō jitnā smr̥iti mē̃ rahtē haĩ , utnā samārthiyō̃ kā adhikār svataḥ hī prāpt kartē haĩ .

8Even if you are meeting in this cycle for the first time, as soon as you meet, the old awareness, the old recognition, which is recorded in the souls as sanskars, re­emerges.

17Jahā̃ smr̥iti hai vahā̃ sāmarthī hai hī hai . 18Thōṛī bhī vismr̥iti hai tō vyarth hai .

9Then there is the sound of this awareness in your heart: This One is my same Father.

19Chāhē vyarth saṅkalp hō chāhē bōl hō̃ , karma hō .

10Children say: You are mine, and the Father says: You are Mine.

20Isliē bāpdādā sabhī bachchō̃ kō kis dr̥iṣhṭi sē dēkhtē haĩ ki har ēk bachchē smr̥iti svarūp sō samarth hai . 21Āj tak bhī apnā simraṇ bhaktō̃ dvārā sun rahē haĩ .

11The second that the thought ‘mine’ emerges, in that powerful awareness, in that thought, you find a new life and a new world, and you became stabilised in the awareness of 'My Baba' for all time.

22Apnē smr̥iti mē̃ lāyā ` ` mērā bābā ' ' tō bhakta ātmā bhī yahī simraṇ kartī mērā iṣhṭ vā dēvī .

12In return for your becoming an embodiment of this awareness, you became an embodiment of power.

23Jaisē āpnē ati pyār sē dil sē bāp kō yād kiyā , utnā hī bhakta ātmāē̃ āp iṣhṭ ātmāō̃ kō dil sē ati pyār sē yād kartī hai . 24Āp brāhmaṇ-ātmāō̃ mē̃ bhī kōī dil K|kē snēh sambandh sē yād kartē haĩ aur dūsrē dimāg dvārā knowledge K|kē ādhār par sambandh ati pyārā arthāt ati samīp haĩ vahā̃ yād bhūlnā muśhkil hai . 25Jahā̃ sirph sambandh hai knowledge K|kē ādhār par lēkin dil kā aṭūṭ snēh nahī̃ hai , vahā̃ yād kabhī sahaj , kabhī muśhkil hōtī . 26Jaisē śharīr kē andar nas-nas mē̃ blood samāyā huā hai , aisē ātmā mē̃ niś-pal arthāt her|har pal yād samāī huī hai .

13You have become an embodiment of power, have you not?

27Iskō kahtē haĩ dil K|kē snēh sampann nirantar yād .

14You are not an embodiment of weakness, are you?

28Jaisē bhakta ātmāē̃ bāp kē liē kahtī haĩ - jahā̃ dēkhtē haĩ tū hī tū hai .

15To the extent that you maintain this awareness, accordingly, you automatically claim the right to power.

29Aisē bāp K|kē snēhī samān ātmāō̃ kō jō bhī dēkhē ki inhō̃ key|kī dr̥iṣhṭi mē̃ , bōl mē̃ , karma mē̃ paramātmā bāp hī anubhav hōtā hai .

16Where there is this awareness, there definitely is power. 17When you forget this awareness, even slightly, there is waste, whether it is in wasteful thoughts, wasteful words or wasteful actions.

30Iskō kahtē haĩ - snēhī sō samān bāp . 31Tō smr̥iti svarūp tō sabhī hō , sambandh bhī sabhī kā hai .

18Therefore, BapDada sees all the children with the vision of every child being an embodiment of this awareness, and so an embodiment of power.

32Adhikār bhī sabhī kā hai kyōṅki sabhī kā full adhikār kā sambandh bāp aur bachchē kā hai . 33Sabhī kahtē haĩ mērā bābā . 34Mērā chāchā , mērā kākā kōī nahī̃ kahtē .

19You hear about the devotees remembering you even until today. 20You brought into your awareness, ‘My Baba’, and what the devotee souls remember is: ‘My specially beloved god or goddess’.

35Adhikār kā sambandh hōnē K|kē kāraṇ sarv prāptiyō̃ K|kē varsē K|kē adhikārī hō . 36Chāhē 53 varṣh vālē haĩ , chāhē 6 mās vālē haĩ , mērā kahnē sē adhikārī tō ban hī gayē .

21Just as you remembered the Father with deep love from within your heart, in the same way, devotee souls remember you, the specially loved souls, with deep love from within their heart.

37Lēkin antar kyā hōtā hai  ! 38Bāp adhikār tō sabhī kō ēk jaisā dētā hai - kyōṅki akhuṭ varsā dēnē vālā dātā hai .

22Among you Brahmin souls, some remember with loving relationship from their heart, whereas others repeatedly try to experience a relationship through the head on the basis of knowledge.

39Aṛhāī lākh tō kyā lēkin sarv ātmāē̃ bhī adhikārī banē̃ unsē bhī athāh khazānā bāp kē pās hai . 40Tō cum|kam kyō̃ dē̃  ? 41Tō dātā sabhī kō dētā ēk jaisā hai lēkin lēvtā mē̃ phark hai .

23Where there is love from within the heart and a relationship of deep love, that is, where there is great closeness, it is difficult to forget to have remembrance.

42Kōī prāptiyō̃ K|kē varsē kō vā khazānē kō samay pramāṇ svayã prati vā sēvā prati kārya mē̃ lagākar uskā lābh anubhav kartē haĩ .

24Where there is just a relationship on the basis of knowledge and there isn't unbreakable love from the heart, remembrance is sometimes easy and sometimes difficult.

43Isliē bāp kā khazānā apnā khazānā banā dētē haĩ arthāt apnē mē̃ samā dētē haĩ . 44Śhuddha naśhā , ulṭā nahī̃ .

25Just as blood runs in every vein of the body, in the same way, remembrance is merged in the soul at every moment.

45Aur dūsrē khazānā milā hai - is khuśhī mē̃ rahtē haĩ , mērā hai .

26This is known as constant remembrance full of deep love from within the heart.

46Lēkin sirph mērā hai aur uskō kārya mē̃ nahī̃ lagātē haĩ .

27The devotee souls say about the Father: Wherever I look, I only see You.

47Kāī bhī amūlya vastu kō sirph apnē pās|pass stock mē̃ jamā kar liyā lēkin sirph jamā karnē aur use karnē key|kī anubhūti mē̃ antar hai .

28In the same way, whoever sees such souls who are loving and equal to the Father, will experience God, the Father, in their vision, words and actions.

48Jitnā kārya mē̃ lagātē haĩ utnī śhakti aur baṛhtī hai , vah sadā nahī̃ kartē , kabhī-kabhī kartē haĩ .

29Such souls are known as those who are loving and equal to the Father. 30So, all of you are embodiments of remembrance.

49Isliē sadā vālō̃ mē̃ aur kabhī-kabhī vālō̃ mē̃ antar paṛ jātā hai . 50Kārya mē̃ lagānē key|kī vidhi use nahī̃ kartē .

31Everyone has a relationship and everyone also has a right, because everyone has the full right to the relationship of child and Father.

51Tō dātā antar nahī̃ kartā lēkin lēvtā mē̃ antar hō jātā hai . 52Āp sabhī kaun hō  ?

32All of you say, “My Baba”. 33None of you say: My maternal uncle or my paternal uncle.

53Kārya mē̃ lagānē vālē yā sirph jamā dēkh khuśh hōnē vālē  ? 54Pahlā number vālē hō yā dūsrā number hō  ?

34Therefore, because you have a relationship with a right, you have a right to the inheritance of all attainments.

55Bāpdādā kō tō khuśhī hai ki sabhī number one hai yā is samay number one hō  ?

35Whether you are those of 50 years or 6 months, by saying 'mine' you have claimed the right.

56Bāpdādā sadaiv kahtē haĩ sadā bachchō̃ K|kē mukh mē̃ gulāb jāmun hō . 57Jō kahā vah kiyā arthāt sadā gulāb jāmukh mukh mē̃ hai .

36So then, what is the difference? 37Baba gives an equal right to everyone because He is the Bestower who gives the unending inheritance to everyone.

58Duniyā vālē kahtē mukh mē̃ gulāb . 59Lēkin gulāb sē mukh mīṭhā nahī̃ hōgā .

38Not only to you two hundred and fifty thousand, but all souls become ones with a right.

60Isliē gulāb jāmun mukh mē̃ hō tō sadā hī aisē muskarātē rahē .

39Baba has an even more limitless treasure­store than this. 40So, why should He give less?

61Achchhā  ! 62Kaī nayē-nayē phir sē milnē pahũch gaē haĩ . 63Jō bhī is kalp mē̃ phir sē milan manā rahē haĩ un bachchō̃ kē liē viśhēṣh bāpdādā snēh kā vardān dētē haĩ ki sadā apnē mastak par bāp kā hāth anubhav kartē chalō .

41So, although the Bestower gives equally to everyone, there is a difference between those who take it. 42Some use the treasure and inheritance of attainment for a task for the self and for service according to the time and experience benefit.

64Jiskē sir par bāp kā hāth hai vah sadā is vardān K|kē anubhav sē sab bātō̃ mē̃ safe hai .

43This is why they make Baba's treasure their own treasure, that is, they merge it into themselves.

65Yah vardān kā hāth her|har bāt mē̃ āpkī safety kā sādhan hai . 66Sabsē baṛē-tē-baṛī sikyūriṭī yahī hai .

44This is why, by having the experience of using the treasure at every moment, they remain happy and intoxicated.

67Bāpdādā sabhī teachers key|kī nimitt bannē key|kī himmat dēkh khuśh hai . 68Himmat rakh nimitt tō ban hī jātē hō nā . 69Teacher nimitt bannā arthāt bēhad key|kī stage par hero part bajānā . 70Jaisē had key|kī stage par hero part-dhārī ātmā key|kī taraph sabkā viśhēṣh attention hōtā hai , aisē jin ātmāō̃ kē nimitt bantē hō viśhēṣh vah aur general sarv ātmāē̃ āp nimitt banī teachers kō usī dr̥ṣṭī sē dēkhtē haĩ .

45There is pure intoxication, not a wrong type.

71Sabhī kā viśhēṣh attention hōtā hai nā  ! 72Tō teachers kō apnē mē̃ bhī viśhēṣh attention rakhnā paṛē .

46However, the others stay in the happiness that they have found the treasure.

73Kyōṅki sēvā mē̃ hero part-dhārī bannā arthāt hero bannā . 74Duāyē̃ bhī teachers kō jyādā miltī haĩ .

47It is ‘mine’, but it is only ‘mine’, for since it is not used for any task, that which is invaluable is simply accumulated in their stock.

75Jitnī duāyē̃ miltī haĩ , utnā apnē ūpar dhyān dēnā avaśyak hai .

48There is a difference between accumulating it and the experience of using it.

76Yah bhī drama anusār viśhēṣh bhāgya hai .

49The more you use it for a task, the more the power increases.

77Tō sadā is prāpt huē bhāgya kō baṛhātē chalō .

50The others do not use it all the time; they use it sometimes.

78Sau sē hajār , hajār sē lākh , lākh sē krōṛ , krōṛ sē padma , padma sē bhī padmāpadma , sadā is bhāgya kō baṛhātē chalnā hai .

51This is why there is a difference between those who use it all the time and those who use it sometimes.

79Iskō kahtē haĩ yōgya ādarśh teacher .

52They do not use the method of using something for a task.

80Bāpdādā nimitt banē huē bachchō̃ kō simraṇ jarūr kartē haĩ aur sadā amr̥itvēlē ` ` vāh bachchē vāh ' ' yah duāyē̃ dētē haĩ .

53So the Bestower does not create a difference in giving, but there is a difference between those who take. 54Who are all of you?

81Sunā sēvādhāriyō̃ nē  ? 82Teachers mānā number one sēvādhārī . 83Achchhā  !

55The ones who use it for a task, or the ones who remain happy seeing it in your stock?

84Chārō̃ ōr K|kē anēk kalp nyārā aur pyārā milan manānē vālē , sadā prāpt huē varsē K|kē khazānō̃ kō her|har samay pramāṇ kārya mē̃ lagānēvālē , sadā dil sē ati snēhī aur bāp samān ban svayã dvārā bāp kā anubhav karānē vālē , sadā smr̥iti svarūp sō bhaktō̃ dvārā samarth svarūp bannē vālē , sadā apnē prāpt bhāgya kō bāṇṭnē vālē arthāt baṛhānē vālē - aisē master dātā samarth bachchō̃ kō bāpdādā kā yād-pyār aur namastē . 85Madhuban mē̃ global vijan par ādhārit book taiyār karnē vālē bhāī-bahanō̃ prati  : 86Office kā kām achchhā chal rahā hai nā  ? 87Kām karnē vālē bhī achchhē aur kām bhī achchhā .

56Who are you?

88Thak tō nahī̃ jātē .

57The first number or the second number?

89Sadā apnē mē̃ sarv-śaktiyā̃ pratyakṣha kar yah book banāō tō bāp pratyakṣha hō jāyēgā .

58BapDada is pleased that all of you are number one. 59Or, are you number one at this time?

90Tō sabhī apnī śhakti , khuśhī , guṇ , viśēṣatāē̃ sab bhar dēnā . 91Sirph likhnā nahī̃ , bharnā bhī hai .

60BapDada always says that there should always be gulab jamuns in the mouth of the children.

92Jiskē hāth mē̃ jāē - jiskō jō chāhiē , guṇ chāhiē , śhakti chāhiē , khuśhī chāhiē unkō vahī anubhūti hō . 93Yahī lakṣhya hai nā  ?

61To do whatever you say means to have a gulab jamun in your mouth. 62People of the world say: Let there be a gulab (rose) in your mouth.

94Tō jab bhī kām śhurū kartē hō tō pahlē usmē̃ yah bharō , pīchhē kām śhurū karō .

63But your mouth will not be sweetened by a gulab.

95Tō jisē bhī yah book milēgī unkō vahī vibration āyēṅgē . 96Ismē̃ sabkī aṅgulī bharī huī hai .

64So, if there is always a gulab jamun in your mouth, you constantly remain smiling.

97Yah tō nimitt banē haĩ - likhnē vā taiyār karnē kē liē . 98Lēkin dēśh-vidēśh K|kē her|har brāhmaṇ ātmā nē is kārya mē̃ aṅgulī lagāī hai . 99Pahlē tō hai sarv brāhmaṇō̃ kā sahyōg phir hai viśhva kā sahyōg . 100Is kārya mē̃ sarv brāhmaṇ śhrēṣhṭh ātmāō̃ kā sāth hai , hāth hai arthāt aṅgulī hai .

65Achcha.

101Tō sab is bul mē̃ vibration bharō .

66Many new ones have come here to meet Baba once again.

102Aisē nahī̃ jō office mē̃ kām karnē vālē haĩ , vah jānē̃ , hamārā kyā kām hai  ? 103Sabkā kām hai . 104Kōī bhī chīz taiyār hōtī hai yā kōī bhī programme hōtā hai , sarv brāhmaṇō̃ K|kē śhubh sahyōg K|kē vibration kārya kō saphal kar dētē haĩ .

67To those children who are celebrating a meeting this cycle with Baba once again, BapDada gives a special blessing of love: Constantly continue to experience Baba's hand on your head. 68Those who have the Father’s hand on their head always remain safe in every respect with the experience of this blessing.

105Isliē sabhī taiyār kar rahē hō . 106Aisē nahī̃ sirph 25-30 taiyār kar rahē haĩ .

69This hand of blessing is an instrument for your safety in every situation.

107Har ēk śhubh vibration kā hīrā lagāyē tō hīrētulya book sabkō dikhāī dēgī .

70This is the greatest security. 71BapDada is happy seeing the courage of all the teachers in becoming instruments.

108Achchhā hō rahā hai aur achchhā hī rahēgā .

72You maintain courage and become instruments, do you not?

109Achchhā  ! 110Double vidēśhī bhāī-bahanō̃ sē group -wise mulākāt  :

73To become an instrument­teacher means to play a hero part on the unlimited stage.

1111 . sabhī apnē kō bahut-bahut bhāgyavān samajhtē hō  ? 112Kyōṅki kabhī svapn mē̃ bhī saṅkalp nahī̃ hōgā ki aisī śhrēṣhṭh ātmāē̃ banē̃gē , lēkin abhī sākār mē̃ ban gayē  ? 113Dēkhō kahā̃-kahā̃ sē bāpdādā nē ratnō̃ kō chunkar , ratnō̃ key|kī mālā banāī hai .

74Just as on a limited stage everyone's attention is especially drawn towards the soul with the hero part, in the same way, the souls for whom you have become an instrument in particular and all souls in general see you, the instrument­teachers, with that vision.

114Brāhmaṇ-parivār key|kī mālā mē̃ pirō gayē .

75There is everyone's special attention.

115Kabhī mālā sē bāhar tō nahī̃ nikaltē hō  ?

76This is why teachers have to pay special attention to themselves.

116Kōī bhī mālā key|kī viśhēṣhtā aur sundaratā kyā hōtī hai  ?

77Why? 78Because to become one with a hero part in service means to become a hero.

117Dānā dānē kē sāth milā huā hōtā hai .

79The teachers also receive more blessings.

118Agar bīch mē̃ dhāgā dikhāī dē , dānā dānē kē sāth nahī̃ lagā huā hō tō sundar nahī̃ lagēgā .

80To the extent that you receive blessings so it is necessary for all of you to pay attention to yourselves.

119Tō āp brāhmaṇ parivār key|kī mālā mē̃ hō arthāt sarv brāhmaṇ ātmāō̃ K|kē samīp hō gayē hō .

81This too is a special fortune according to the drama. 82So, constantly continue to increase the fortune that you have already attained.

120Jaisē bāp K|kē samīp hō vaisē bāp K|kē sāth-sāth parivār K|kē bhī samīp hō . 121Kyōṅki yah parivār bhī is pahchān sē , parichay sē abhī miltā hai .

83Let it increase from a hundred to a thousand, a thousand to a hundred­thousand, a hundred thousand to ten million, ten million to a billion, a billion to multi­billions.

122Parivār mē̃ majā ātā hai nā  ?

84Always continue to increase this fortune.

123Aisē nahī̃ ki sirph bāp kī yād mē̃ majā ātā hai .

85This is known as being a worthy, ideal teacher.

124Yōg parivār sē nahī̃ lagānā hai lēkin samīp ēk-dō K|kē rahnā hai . 125Itnā baṛā aṛhāī lākh kā parivār hōgā  ?

86BapDada definitely remembers the instrument children and also constantly gives the blessings of “Wah children, wah!” at amrit vela.

126Tō parivār achchhā lagtā hai yā sirph bābā achchhā lagtā hai  ?

87Did the servers hear this? 88To be a teacher means to be a number one server. 89Achcha.

127Jisē sirph bābā achchhā lagēgā vah parivār mē̃ nahī̃ ā sakēgā . 128Bāpdādā parivār kō dēkh sadā hārṣit hōtē haĩ aur sadā ēk-dō key|kī viśhēṣhtā kō dēkh hārṣit rahtē haĩ . 129Her|har brāhmaṇ ātmā kē prati yahī saṅkalp rahtā ki vāh brāhmaṇ-ātmā vāh  ! 130Dēkhō bāp kā bachchō̃ sē itnā pyār hai tab tō ātē haĩ nā , nahī̃ tō ūpar baiṭhkar mil lē̃ .

90To those from everywhere who celebrate a lovely and unique meeting every cycle, to those who constantly use the treasure of the inheritance for a task according to the time, to those who are extremely loving from within their heart and who become equal to the Father and give the experience of the Father through themselves, to those who are constantly embodiments of remembrance and so become embodiments of power through the devotees, to those who constantly distribute their attained fortune, that is, who increase their fortune, to such master bestowers and constantly powerful children, BapDada's love, remembrance and namaste.

131Sirph ūpar sē tō baiṭhkar nahī̃ miltē .

91BapDada meeting double­foreign brothers and sisters groups.

132Āp vidēśh sē ātē hō tō bāpdādā bhī vidēśh sē ātē haĩ .

921. Do all of you consider yourselves to be very, very fortunate?

133Sabsē dūr sē dūr sē ātē haĩ lēkin ātē second mē̃ haĩ . 134Āp sabhī bhī second mē̃ uṛtī kalā kā anubhav kartē hō  ?

93You would never have even had the thought in your dreams that you would become such elevated souls, but you have now become that in the corporeal form!

135Second mē̃ uṛ saktē hō  ? 136Itnē double light hō , saṅkalp kiyā aur pahũch gayē .

94Look, BapDada has selected you jewels from so many places and made a garland (necklace) of jewels.

137Paramdhām kahā aur pahũchē , aisī practice hai  ?

95You have become threaded in the garland of the Brahmin family.

138Kahā̃ aṭak tō nahī̃ jātē hō  ?

96You don’t ever leave the garland, do you?

139Kabhī kōī bādal taṅg tō nahī̃ kartē haĩ , careful bhī aur clear bhī aisē hai nā . 140Double vidēśhī bachchō̃ kō ātē hī centre mil jātē haĩ .

97What is the speciality and beauty of any garland? 98The beads are close to one another. 99If the thread in between is visible and the beads are not close together, the garland does not look as beautiful.

141Bahut jaldī teacher ban jātē haĩ , isliē sēvā key|kī bhī duāyē̃ miltī haĩ .

100So, you are in the garland of the Brahmin family, that is, you have come close to all Brahmin souls.

142Duāyē̃ milnē key|kī viśhēṣh lift miltī hai , sāth-sāth ātē hī itnē busy hō jātē hō jō aur bātō̃ kē liē phursat hī nahī̃ miltī . 143Isliē busy rahnē sē ghabrānā nahī̃ , yah good sign hai .

101Just as you are close to the Father, similarly, together with the Father, you are also close to the family because it is only at this time that you meet this family with this recognition and introduction.

144Kaī kahtē haĩ nā - laukik kārya bhī karē̃ phir alaukik sēvā bhī karē̃ aur apnī sēvā bhī karē̃ - yah tō bahut busy rahnā paṛtā hai . 145Lēkin yah busy rahnā arthāt māyājīt ban jānā .

102You enjoy being part of the family, do you not? 103It isn’t that you just enjoy being in remembrance of Baba. 104You don’t have to have yoga with the family, but you do have to remain close to one another.

146Yah ṭhīk lagtā hai yā laukik job karnā muśhkil hai  ?

105Would there be any other family of 250,000 members anywhere else?

147Laukik job ( naukrī ) jō kartē haĩ usmē̃ jō kamāī hōtī hai vah kahā̃ lagātē hō  ?

106(Now, it is a family of more than 800,000). 107So, do you like the family, or do you just like Baba?

148Jaisē samay lagātē vaisē dhan bhī lagātē hō .

108Those who just like Baba cannot become part of the family.

149Tō tan-man-dhan tīnō̃ hī lag jātē haĩ .

109BapDada is always pleased to see the family.

150Saphal hō jātā hai nā , isliē thaknā nahī̃ .

110So, seeing one another’s specialities, you remain happy.

151Centre khōltē hō tō kitnī ātmāō̃ kā sandēśh suntē hī kalyāṇ hōtā hai .

111For every Brahmin soul there is the thought: Wah, Brahmin soul, wah!

152Tō man aur dhan kā connection hai , jahā̃ dhan hōgā vahā̃ man hōgā .

112Look, the Father has so much love for the children.

153Jahā̃ man hōgā , vahā̃ dhan hōgā .

113That is why He comes.

154Bāpdādā double vidēśhiyō̃ kō sarv prakār sē saphal karnē mē̃ busy dēkh khuśh hōtē haĩ .

114Otherwise, He would meet you while He is sitting up there. 115He doesn’t meet you while simply sitting up there.

155Sabhī golden chancellor hō . 156Sadā yād rakhnā ki saphaltāmūrt hai aur sadā saphaltā mērē galē kā hār hai .

116You come from abroad and this is why BapDada also comes from abroad. 117He comes from the furthest away land, but He comes in a second.

157Kōī bhī kārya karō tō pahlē yah sōchō ki saphaltā mērē galē key|kī mālā hai .

118Do all of you experience the flying stage in a second? 119Can you fly in a second?

158Jaisā niśhchay hōgā vaisā pratyakṣha phal milēgā . 159Achchhā .

120You are so double­light, you just have the thought and you reach there.

1602 . yah sweet silence priya lagtī hai nā  ?

121The supreme abode is so far away, and yet you just reach there.

161Kyōṅki ātmā kā original svarūp hī sweet silence hai .

122Do you have such practice? 123You don’t get stuck somewhere, do you?

162Jō jis samay chāhō us samay is sweet sālēnsa key|kī sthiti kā anubhav kar saktē hō  ?

124Clouds do not sometimes cause trouble, do they? 125You are careful and also clear like that, are you not?

163Kyōṅki ātmā abhī in bandhanō̃ sē mukt hō gaī isliē jab chāhē tab apnē original sthiti mē̃ sthit hō jāē .

126Double­foreign children receive a centre as soon as you come. 127You very quickly become teachers and this is why you receive blessings of service.

164Tō bandhanmukt hō gaē yā hōnā hai  ?

128You receive a special lift of receiving blessings.

165Is bār madhuban mē̃ dō śhabda chhōṛkar jānā - something aur sometime . 166Yah pasand hai nā  ?

129As well as this, as soon as you come, you become so busy that you don’t have time for anything else.

167Sabhī chhōṛē̃gē  ? 168Himmat rakhnē sē madad mil jāyēgī .

130Therefore, don’t be afraid of remaining busy; it is a good sign.

169Kyōṅki yah tō jāntē hō 63 janm anēk bandhanō̃ mē̃ rahē aur ēk janm svatantr bannē kā hai , iskā hī phal anēk janm jīvanmukti prāpt karē̃gē .

131Some say that you have to remain very busy, because you have your lokik job you have to do alokik service and then you also have to do your own work.

170Tō foundation yahā̃ ḍālnā hai . 171Jab itnā foundation pakkā hōgā tab tō 21 janm chalēgā .

132However, to remain busy in this way means to become a conqueror of Maya.

172Jitnā apnē mē̃ niśhchay karē̃gē utnā hī naśhā hōgā . 173Bāp mē̃

133Is this OK or is it difficult for you to do your lokik job?

174Bhī niśhchay , apnē mē̃ bhī niśhchay aur phir drama mē̃ bhī niśhchay .

134Where do you use the income you receive from your lokik job?

175Tīnō̃ niśhchay mē̃ pās|pass hōnā hai . 176Achchhā - ēk-ēk ratna key|kī apnī viśhēṣhtā hai .

135Just as you use your time, in the same way, you also use your money, do you not?

177Bāpdādā sabkī viśhēṣhtā kō jāntē haĩ .

136So, all three ­ your body, mind and wealth – are used in this.

178Abhī āgē chalkar apnī viśhēṣhtā kō aur kārya mē̃ lagāō tō viśhēṣhtā baṛhtī jāyēgī .

137They are used in a worthwhile way and this is why ­ don’t become tired.

179Duniyā mē̃ kharcha karnē sē dhan kam hōtā hai lēkin yahā̃ jitnā use karē̃gē , kharcha karē̃gē utnā baṛhēgī .

138When you open a centre, so many souls are benefited as soon as they hear the message. 139So, mind and wealth are connected.

180Sabhī anubhavī hō nā . 181Tō is varṣh kā yahī vardān yād rakhnā ki ham viśhēṣh ātmā haĩ aur viśhēṣhtā kō kārya mē̃ lagāē aur āgē baṛhāyēṅgē . 182Jēsē yahā̃ najdīk baiṭhnā achchhā lagtā hai vaisē vahā̃ bhī sadā najdīk rahnā .

140Your mind will go where your wealth is and where your mind is, your wealth will be used there. 141BapDada is pleased to see the double foreigners remain busy using everything they have in a worthwhile way in every way.

183Bāpdādā sadā har ēk kō isī śhrēṣhṭh nazar sē dēkhtē haĩ ki ēk-ēk bachchā yōgī bhī hai aur yōgya bhī hai .

142All of you are golden chancellors. 143Always remember that you are embodiments of success and that success is always the garland around your neck.

184Achchhā  ! 1853 . har ēk apnē kō bāpdādā K|kē ati snēhī , ati lāḍlē haĩ - aisā anubhav kartē hō  ?

144Before you carry out any task, first think that success is the garland around your neck.

186Bāpdādā her|har bachchē kō ati lāḍlē samajhtē haĩ .

145As your faith, so will be the practical fruit you receive.

187Bāpdādā sarv sambandh sē hī bachchō̃ kō yād kartē lēkin phir bhī mukhya tīn sambandh jō gāyē huē haĩ un tīn sambandhō̃ sē tīn viśēṣatāē̃ bachchō̃ kō dētē haĩ . 188Jāntē hō nā  ? 189Isī kō hī kahtē haĩ dil kā pyār . 190Bāp K|kē rūp mē̃ sirph nahī̃ dētē , lēkin śhikṣhak K|kē rūp mē̃ paṛhāī dvārā śhrēṣhṭh pad key|kī bhī prāpti karātē haĩ aur satgurū K|kē rūp mē̃ sadā vardān dētē rahtē haĩ .

146Achcha.

191Tō kitnā pyārā huā  ! 192Laukik bāp tō sirph varsā dēgē lēkin yahā̃ vardān bhī hai , varsā bhī hai aur paṛhāī bhī hai .

1472. You love this sweet silence, do you not? 148It is because the original form of the soul is sweet silence.

193Aisā bāp sārē kalp mē̃ milā  ? 194Sārī world ghūmkar āō , dēkhō tō nahī̃ milēgā .

149So, are you able to experience the stage of sweet silence whenever you want?

195Kyōṅki bāp bachchō̃ key|kī mēhnat dēkh nahī̃ saktē . 196Kōī-kōī bachchē bahut purūṣhārth karnē mē̃ bhī mēhnat kartē haĩ .

150Because, when you souls become free from those bondages, you are able to stabilise in your original stage whenever you want.

197Bāpdādā kō achchhā nahī̃ lagtā , mēhnat kyō̃ kartē  ?

151So, have you become free from bondage, or have you yet to become that?

198Bachchō̃ kō sadaiv bālak sō mālik kahā jātā hai . 199Mālik kabhī mēhnat nahī̃ kartē .

152This time, when you leave Madhuban, leave behind two words – something and sometimes.

200Mālik hō yā labour hō  ?

153You like this, do you not?

201Kabhī vah ban jātē kabhī vah ban jātē .

154Will all of you leave these two words behind?

202Jab abhī sē mālikpan K|kē saṅskār ḍālē̃gē tabhī viśhva K|kē mālik banē̃gē . 203Jab sarvśhaktivān bāp sadā sāth hai tō mēhnat kyō̃ karē̃gē  ? 204Sāth mē̃ rahnē vālē kō mēhnat karkē yād kiyā jātā hai kyā  ?

155When you maintain courage, you receive help, because you know that you have had innumerable bondages for 63 births, that you have this one birth in which to become free and that the fruit of this is that you will receive liberation­in­life for many births.

205Jahā̃ sarvśhaktivān bāp sāth hai tō śhaktiyā̃ bhī sāth hōṅgī nā .

156So, lay the foundation here. 157It is when the foundation is so strong that it will last for 21 births.

206Jahā̃ sarvśhaktiyā̃ haĩ vahā̃ mēhnat karnē key|kī jarūrat nahī̃ .

158The more faith you have in yourselves, the more intoxication you will have.

207Isliē bāpdādā kahtē haĩ ki sadā apnē kō lāḍlā samjhō .

159You have faith in the Father, faith in the self and faith in the drama.

208Satgurū vardātā her|har bachchē kō her|har karma mē̃ vardān dētē haĩ . 209Jab bāp sāth hai , vardātā sāth hai tō vardān hī dēgā nā  ! 210Jab her|har karma mē̃ vardātā kā vardān milā huā hai tō vardān jahā̃ hōtā hai vahā̃ mēhnat nahī̃ hōtī . 211Vardānō̃ sē janm huā , vardānō̃ sē pālnā huī , vardānō̃ sē sadaiv uṛ rahē hō , itnā vardān milā hai nā  ?

160You have to pass in having faith in all 3. Achcha.

212Kiskō cum|kam , kiskō jyādā nahī̃ milā hai  ?

161Each of you jewels has your own speciality.

213Kōī kō cum|kam tō nahī̃ milā hai nā  ?

162BapDada knows the speciality of each one.

214Kiskō cum|kam , kiskō jyādā nahī̃ milā hai  ? 215Kōī kō cum|kam tō nahī̃ milā hai  ?

163Now, as you progress further, use your specialities even more and your specialities will increase.

216Sabkō full milā hai isliē sadā apnē kō master sarvśhaktivān samajh isī smr̥iti sē āgē baṛhtē rahō . 217Sabhī uṛtī kalā vālē hō nā  ?

164In the world, wealth decreases as you spend it, whereas here, the more you use it and the more you spend, the more it will increase.

218Yā kabhī chaltē hō , kabhī uṛtē hō  ?

165All of you have experienced this, have you not?

219Kyōṅki time cum|kam hai aur pahuñchnā ūñchī mañjil par hai tō kyā karnā paṛē  ? 220Sadā uṛtī kalā phariśhtē hō nā  ?

166So, this year, remember this blessing: I am a special soul and I will use my speciality and increase it even more.

221Phariśhtē kō paṅkh dikhātē haĩ . 222Phariśhtā arthāt double night . 223Light chīj sadā ūpar jātī hai , nīchē nahī̃ ātī .

167Just as you like sitting at the front here, in the same way, there, too, always remain close.

224Tō chaltē-phirtē phariśhtē hō nā . 225Sadā yahī smr̥iti mē̃ rakhō ki maĩ double light phariśhtā hū̃ .

168BapDada always sees everyone with this elevated vision: that each child is yogi child and is also worthy.

226Ūñchī sthiti mē̃ rahnē vālē , nīchē key|kī sthiti mē̃ ānē vālē nahī̃ . 227Ādhākalp tō nīchē rahē ab uṛtī kalā - kuchh bōjh hai  ? 228Dēh bhān kā bōjh hai  ?

169Achcha. 170Blessing: May you be one with determined thoughts and with your speciality of the power to tolerate, transform the sanskars of others.

229Apnē hī kamjōr saṅskār kā bandhan hai  ? 230Vyarth saṅkalpō̃ kā bōjh hai  ? 231Kōī bhī bōjh agar bahut samay sē chaltā rahēgā tō ant mē̃ bhī yah bōjh nīchē khīñch saktā hai .

171Just as Brahma Baba tolerated insults from gyani and non­gyani souls and transformed them, follow the father in the same way. 172For this, simply let there be determination in your thoughts.

232Saṅgamyug kā ēk varṣh kaī varṣhō̃ K|kē samān hai .

173Do not wonder to what extent you will be able to do something.

233Tō ēk sāl mē̃ bhī agar bōjh hai tō anēk varṣhō̃ kā bahutkāl hō jātā hai .

174Initially, you would feel, “How will this happen? 175How much more can I tolerate?”

234Isliē bahutkāl double light kā abhyās karō . 235Tō check karō aur change karō . 236Kyōṅki kōī bhī bandhan , bōjh uṛtī kalā mē̃ jānē nahī̃ dēgā .

176However, even if someone says something about you, just remain silent, tolerate it and that soul will be transformed. 177Just do not become disheartened.

237Kitnī bhī mēhnat karō bār-bār nīchē ā jāyēṅgē . 238Isliē sadā double light aur uṛtī kalā . 239Achchhā  !

178Slogan: To tolerate and bow down at the confluence age is the greatest greatness. 179* * * O MS H A N T I * * *