बुधवार 10 अप्रैल 1991 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 110-04-91 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 10-04-91 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2Dil takhtnaśhīn aur viśhva takhtnaśhīn bannē kē liē sukh dō aur sukh lō|low 3Avyakt bāpdādā apnē diltakhtanaśhīn bachchō̃ prati bōlēḥ - 4Āj viśhva K|kē mālik , apnē bālak sō mālik bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ . 5Sabhī bachchē is samay bhī sva K|kē mālik haĩ aur anēk janm bhī viśhva K|kē mālik haĩ .

1In order to be seated on the heart­throne and the throne of the world,

6Paramātm-bālak mālik ban jātē haĩ .

2give happiness and receive happiness.

7Brāhmaṇ ātmāē̃ arthāt mālik ātmāē̃ . 8Is samay sarv karmē-ndriyō̃ K|kē mālik hō , adhīn ātmāē̃ nahī̃ hō .

3Today, the Master of the World is seeing His children who are the children (balak) and the masters (malik).

9Adhikārī arthāt mālik hō . 10Karmēndriyō̃ K|kē vaśhībhūt nahī̃ hō , isliē bālak sō mālik hō .

4All children are at present masters of themselves, and in other births, too, they are masters of the world.

11Bālakpan kā bhī īśhvarīy naśhā anubhav kartē hō aur svarājya K|kē mālikpan kā naśhā bhī anubhav kartē hō . 12Double naśhā hai .

5Godly children become the masters. ‘Brahmin souls’ means souls who are masters.

13Naśhē key|kī niśhānī hai avināśhī rūhānī khuśhī . 14Sadā apnē kō viśhva mē̃ khuśhnasīb ātmāē̃ samajhtē hō  ?

6At present, you are the masters of all the sense organs; you are not souls who are dependent.

15Vāh mērā śhrēṣhṭh bhāgya arthāt śhrēṣhṭh nasīb  !

7You are the ones who have a right, that is to say, you are the masters.

16Khuśhnasīb bhī hō aur sadā khuśhī key|kī khurāk khātē aur khilātē hō .

8You are not under the influence of the physical organs.

17Sāth-sāth sadā khuśhī K|kē jhūlē mē̃ jhūltē rahtē hō .

9This is why you are the children who are the masters.

18Aurō̃ kō bhī khuśhī kā mahādān dē khuśhnasīb banātē hō . 19Aisē amūlya hīrē tulya jīvan banānē vālē hō .

10You experience the Godly intoxication of being a child and you also experience the intoxication of being a self­sovereign.

20Ban gayē haĩ yā abhī bannā hai  ?

11You have double intoxication.

21Brāhmaṇ jīvan kā arth|earth hī hai - khuśhī mē̃ rahnā , khuśhī key|kī khurāk khānā aur khuśhī K|kē jhūlē mē̃ rahnā . 22Aisē brāhmaṇ hō nā  ? 23Sivāē khuśhī K|kē aur jīvan hī kyā hai  !

12The sign of intoxication is imperishable spiritual happiness. 13Do you constantly experience yourselves to be the souls out of the whole world who have the fortune of happiness?

24Jīvan hī khuśhī hai . 25Khuśhī nahī̃ tō brāhmaṇ jīvan nahī̃ .

14Wah! my elevated fortune, that is, my elevated luck.

26Khuśh rahnā hī jīnā hai . 27Āj bāpdādā sarv bachchō̃ kā puṇya kā khātā dēkh rahē thē . 28Kyōṅki āp sabhī puṇya ātmāē̃ hō .

15You have the fortune of happiness and you constantly eat the nourishment of happiness and feed it to others as well.

29Puṇya kā khātā anēk janmō̃ kē liē jamā kar rahē hō .

16Together with that, you always swing in the swing of happiness.

30Sārē din mē̃ puṇya kitnā jamā kiyā  ? 31Yah svayã bhī check kar saktē hō nā .

17You give others the great donation of happiness and create their fortune of happiness.

32Ēk hai dān karnā , dūsrā hai puṇya karnā . 33Dān sē bhī puṇya kā jyādā mahatva hai .

18In the same way, have you made your life as invaluable as a diamond, or are you still making it that?

34Puṇya karma nisvārth sēvābhāv kā karma hai .

19Have you already made it or is it still being made now?

35Puṇya karma dikhāvā nahī̃ hōtā hai , lēkin dil sē hōtā hai . 36Dān dikhāvā bhī hōtā hai , dil sē bhī hōtā hai .

20Brahmin life means to stay in happiness, to eat the nourishment of happiness and to stay in the swing of happiness.

37Puṇya karma arthāt āvaśhyaktā K|kē samay kisī ātmā K|kē sahyōgī bannā .

21You are such Brahmins, are you not? 22What is there in life apart from happiness?

38Arthāt kām mē̃ ānā .

23Your life itself is happiness.

39Puṇya karma karnē vālī ātmā kō anēk ātmāō̃ K|kē dil key|kī duvāē̃ prāpt hōtī hai .

24If you do not have happiness, you do not have a Brahmin life. 25To remain happy is to live a life worth living.

40Sirph mukh sē śhukriyā vā thanks nahī̃ kahtē lēkin dil key|kī duvāē̃ gupta prāpti jamā hōtī jātī haĩ . 41Puṇya ātmā , paramātma duvāē̃ , ātmāō̃ key|kī duvāē̃ - is prāpt huē pratyakṣhaphal sē bharpūr hōtē haĩ . 42Puṇya ātmā key|kī vr̥itti , dr̥iṣhṭi aurō̃ kō bhī duāyē̃ anubhav karātī haĩ . 43Puṇya ātmā K|kē chēhrē par sadā prasannatā , santuṣhṭatā key|kī jhalak dikhāī dētī hai .

26Is it like that?

44Puṇya ātmā sadā prāpt huē phal K|kē kāraṇ abhimān aur apmān sē parē rahtī hai .

27Today, BapDada was seeing the account of charity of all the children, because all of you are charitable souls.

45Kyōṅki vah bharpūr bādśhāh hai . 46Abhimān aur apmān sē bēphikar bādśhāh hai .

28You are accumulating an account of charity for innumerable births.

47Puṇya ātmā puṇya key|kī śhakti dvārā svayã K|kē her|har saṅkalp , her|har samay key|kī halchal kō , her|har karma kō saphal karnē vālē hōtē haĩ .

29How much charity did you accumulate throughout the whole day? 30You yourselves can check this, can you not?

48Puṇya kā khātā jamā hōtā hai . 49Jamā kī niśhānī hai - vyarth key|kī samāpti .

31One is to give a donation and the other is to perform charity.

50Aisī puṇya ātmā viśhva K|kē rājya K|kē takhtnaśhīn bantī hai .

32Charity has greater importance than a donation.

51Tō apnē khātē kō check karō ki aisē puṇya ātmā kahā̃ tak banē haĩ  ?

33An act of charity is an act of altruistic service.

52Agar pūchhē̃gē ki sabhī puṇya ātmā hō  ? 53Tō sab hā̃ jī kahē̃gē nā .

34An act of charity is not superficial, but it is done from your heart.

54Hai bhī sabhī puṇya ātmā . 55Lēkin number-vār hai , ki sab number one hai  ?

35A donation can either be superficial or from your heart.

56Number-vār hai nā . 57Satyug-trētā K|kē viśhva K|kē takht par kitnē baiṭhē̃gē  ? 58Sabhī ikaṭṭhē baiṭhē̃gē  ? 59Tō number-vār hai nā .

36An act of charity is an act in which you become co­operative with souls at a time of need, that is, you are useful to them.

60Number kyō̃ bantē haĩ - kāraṇ  ? 61Ēk viśhēṣh bāt bāpdādā nē bachchō̃ key|kī check key|kī .

37A soul who performs charitable actions receives blessings from the hearts of many souls.

62Aur vahī bāt number one bannē mē̃ rūkāvaṭ ḍāltī hai . 63Abhī tapasyā varṣh mē̃ sabhī kā lakṣhya sampūrṇ bannē kā hai yā number-vār bannē kā hai  ?

38They don't just say “Thanks” with their lips, but the attainments of blessings from their hearts are accumulated in an incognito way.

64Sampūrṇ bannā hai nā . 65Āp sabhī ēk slōgan bōltē bhī hō aur likhkar lagātē bhī hō . 66Vah hai - sukh dō aur sukh lō|low .

39A charitable soul overflows with the instant fruit he receives from God's blessings and blessings from souls.

67Duḥkh na dō , na duḥkh lō . 68Yah slōgan pakkā hai . 69Tō result mē̃ kyā dēkhā  ?

40The vision and the attitude of a charitable soul give others the experience of blessings.

70Duḥkh na dō - ismē̃ tō majority kā attention hai . 71Lēkin ādhā slōgan ṭhīk hai .

41The sparkle of satisfaction and contentment is constantly visible on the face of a charitable soul.

72Dēnē kē liē sōchtē haĩ , dēnā nahī̃ hai . 73Lēkin lēnē kē liē kahtē haĩ ki usnē diyā isliē huā . 74Isnē yah kahā , isnē yah kahā , isliē yah huā . 75Aisī judgement dētē hō nā .

42Because of the fruit he has claimed, a charitable soul is constantly beyond arrogance and insult because that soul is an emperor who is overflowing.

76Apnā hī vakīl ban karkē case mē̃ yahī batātē hō .

43He is a carefree emperor beyond arrogance and insult.

77Tō ādhā slōgan kē ūpar attention ṭhīk hai aur bhī hōnā chāhiē underline . 78Phir bhī ādhē slōgan par attention hai lēkin aur jō ādhā slōgan hai us par attention nām mātra hai .

44A charitable soul uses the power of his charity in his every thought at every moment of upheaval and in every action in a worthwhile way.

79Usnē diyā lēkin āpnē liyā kyō̃  ? 80Kisnē kahā āp lō|low  ?

45The sign of the account of charity accumulating is that waste finishes.

81Bāp key|kī śhrīmat hai kyā ki duḥkh lō . 82Jhōlī bharō duḥkh sē .

46Such a charitable soul claims the throne of the kingdom of the world.

83Tō na duḥkh dō , na duḥkh lō . 84Tabhī puṇya ātmā banē̃gē , tapasvī banē̃gē .

47So check your account: To what extent have I become such a charitable soul?

85Tapasvī arthāt parivartan tō unkē dukh kō bhī āp sukh K|kē rūp mē̃ svīkār karō .

48If you are asked, “Are you all charitable souls?” all of you would reply “Ha ji”, would you not?

86Parivartan karō tab kahē̃gē tapasvī .

49All of you are charitable souls, but number wise.

87Glāni kō praśhansā samjhō .

50Or, are all of you number one?

88Tab kahē̃gē puṇya ātmā . 89Jagat ambā mā̃ nē sadaiv sabhī bachchō̃ kō yahī pāṭh pakkā karāyā ki gālī dēnē vālē yā duḥkh dēnē vālī ātmā kō bhī apnē merciful svarūp sē , rahm key|kī dr̥iṣhṭi sē dēkhō . 90Glāni key|kī dr̥iṣhṭi sē nahī̃ . 91Vah gālī dēvē , āp fool|phūl chaṛhāō .

51You are number wise, are you not?

92Tab kahē̃gē puṇya ātmā . 93Glāni vālē kō dil sē galē lagāō .

52How many will sit on the throne in the golden and silver ages?

94Bāhar sē galē nahī̃ lagānā . 95Lēkin man sē .

53Will everyone sit on it together?

96Tō puṇya K|kē khātē jamā hōnē mē̃ vighna rūp yahī bāt bantī hai .

54So, all are number wise, are they not? 55Why is the number created?

97Mujhē dukh lēnā bhī nahī̃ hai .

56What is the reason?

98Dēnā tō hai hī nahī̃ , lēkin lēnā bhī nahī̃ hai .

57BapDada especially checked one special aspect of the children.

99Jab achchhī chīj nahī̃ hai tō phir kichṛā lēkar jamā kyō̃ kartē hō  ?

58That one thing becomes a hindrance to your becoming number one.

100Jahā̃ duḥkh liyā , kichṛā jamā huā , tō kichṛē sē kyā nikalē̃gē  ? 101Pāp K|kē aṅśh rūpī germs .

59Now, during the Year of Tapasya, is everyone's aim to become complete or to become number wise?

102Abhī mōṭē pāp tō nahī̃ kartē hō nā .

60You wish to become complete, do you not?

103Abhī pāp kā aṅśh rah gayā hai . 104Lēkin aṅśh bhī nahī̃ hōnā chāhiē .

61All of you speak one slogan and you also write it and display it.

105Kaī bachchē baṛī mīṭhī-mīṭhī bātē̃ sunātē haĩ .

62That slogan is: Give happiness and take happiness.

106Rūhrihān tō sabhī kartē haĩ nā  ?

63Don't give sorrow and don't take sorrow.

107Ēk slōgan tō sabhī kō pakkā hō gayā hai - ‘ ‘ chāhtē tō nahī̃ thē , lēkin hō gayā … .

64This slogan is firm. 65So, what is the result that Baba saw?

108' ' jab āp nahī̃ chāhtē tō aur kaun chāhtā  ?

66Everyone pays attention to not giving sorrow.

109Jō kahtē hō , hō gayā  ! 110Aur kōī ātmā hai  !

67However, only half the slogan is OK.

111Hōnā nahī̃ chāhiē , lēkin hōtā hai - yah kaun bōltā hai  ? 112Aur kōī ātmā bōltī hai , ki āp bōltē hō  ? 113Tō tapasyā in bātō̃ K|kē kāraṇ siddha nahī̃ kar sakē̃gē .

68In terms of giving, you think that you should not give sorrow, but when it comes to taking, you say, “That one gave me sorrow, that is why this happened.”

114Jō hōnā nahī̃ chāhiē , jō karnē nahī̃ chāhtē vah na hōnā hī , na karnā hī puṇya ātmā key|kī niśhānī hai .

69“That one said this, this one did that, and that is why this happened.” 70You make a judgement in this way, do you not?

115Bāpdādā kē pās rōj bachchō̃ key|kī anēk aisī kahāniyā̃ ātī haĩ .

71You become your own lawyer and present your case with these things.

116Bōlnē mē̃ itnī interest vālī kahāniyā̃ karkē batātē jō suntē rahō .

72So, you pay attention to half the slogan well; you should underline it even more.

117Kōī lambī kahānī batānē mē̃ ādatī haĩ , kōī chhōṭī batātē .

73At least there is attention paid to half the slogan!

118Lēkin kahāniyā̃ bahut batātē haĩ . 119Āj is varṣh K|kē milan key|kī antim ṭubbī hai nā .

74However, the attention paid to the other half­slogan is in name only.

120Sabhī ṭubbī lagānē āyē hō nā .

75That one gave sorrow, but why did you accept it?

121Jabki bhakti mārg mē̃ bhī ḍubkī lagātē haĩ tō kōī na kōī saṅkalp jarūr kartē haĩ , chāhē kuchh svāhā kartē haĩ , chāhē kuchh svārtha rakhtē haĩ . 122Dōnō̃ sē saṅkalp kartē haĩ . 123Tō tapasyā varṣh mē̃ yah saṅkalp karō ki sārā din saṅkalp dvārā , bōl dvārā , karma dvārā puṇya ātmā ban puṇya karē̃gē , aur puṇya key|kī niśhānī batāī ki puṇya kā pratyakṣhaphal hai her|har ātmā key|kī duāē̃ . 124Her|har saṅkalp mē̃ puṇya jamā hō .

76Who told you to accept it?

125Bōl mē̃ duāē̃ jamā hō . 126Sambandh-sampark sē dil sē sahyōg key|kī śhukriyā nikalē - iskō kahtē haĩ tapasyā .

77Is it Baba's shrimat to take sorrow, to fill your apron with sorrow?

127Aisī tapasyā viśhva parivartan kā ādhār banēgī .

78So, don't give sorrow and don't take sorrow.

128Aisī result par prize milēgī . 129Phir kahānī nahī̃ sunānā ki aisā hō gayā …  !

79Only then will you become a charitable soul; only then will you become a tapaswi soul.

130Vaisē pahlā number prize sabhī teachers kō lēnā chāhiē aur sāth mē̃ madhuban nivāsiyō̃ kō lēnā chāhiē . 131Kyōṅki madhuban key|kī lahar , nimitt teachers key|kī lahar pravr̥itti vālō̃ tak , godly students tak sahaj pahũchī hai . 132Tō āp sab number āgē tō hō hī jāyēṅgē . 133Ab dēkhē̃gē ki kis-kis K|kē nām prize mē̃ ātē haĩ  ?

80To be a tapaswi means transformation.

134Teachers K|kē ātē yā madhuban vālō̃ K|kē yā godly students K|kē ātē haĩ  ?

81Therefore, accept the sorrow they give you in the form of happiness.

135Double vidēśhī bhī tīvr purūṣhārth kar rahē haĩ . 136Bāpdādā kē pās prize bahut haĩ , jitnā chāhō lē saktē hō .

82Bring about transformation; only then will you be called a tapaswi.

137Prize key|kī kamī nahī̃ haĩ .

83Consider defamation to be praise.

138Bhaṇḍārē bharpūr haĩ . 139Achchhā .

84Then you will be called a charitable soul.

140Sabhī mēlē mē̃ pahũch gayē haĩ . 141Mēlā achchhā lagā ki taklīph huī  ? 142Bāriśh nē bhī svāgat kiyā , prakr̥iti kā bhī āpsē pyār hai . 143Ghab-rāyē tō nahī̃ nā  ?

85Mother Jagadamba always made this lesson firm for all the children: See the souls who insult you or give you sorrow with the vision of being an embodiment of mercy.

144Brahmā bhōjan tō achchhā milā nā .

86Don't see them with the vision of defamation.

14563 janm tō dhakkē khāyē haĩ . 146Abhī tō aur hī ṭhikānā milā nā .

87They may insult you but you must offer them flowers.

147Tīn pair pr̥ithvī tō milī nā .

88Then you will be called a charitable soul.

148Itnā baṛā hall|hāl jō banāyā hai tō hall|hāl key|kī bhī śhōbhā baṛhāī nā .

89Embrace with your heart those who insult you.

149Hall|hāl kō saphal kiyā nā . 150Kisī kō bhī taklīph tō nahī̃ huī nā .

90Don't embrace them superficially but with your heart; through your mind.

151Lēkin aisē nahī̃ mēlā kartē rahnā . 152Rachnā kē sāth sādhan bhī sāth hī ātē haĩ . 153Achchhā .

91So this is the aspect that becomes an obstacle in your being able to accumulate in the account of charity.

154Sarv bālak sō mālik śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , sadā her|har kadam mē̃ puṇya kā khātā jamā karnē vālī puṇya ātmāō̃ kō , sadā dilat-khtanaśīn aur viśhva K|kē takht adhikārī viśhēṣh ātmāō̃ kō sadā sukh dēnē aur sukh lēnē vālē master sukh K|kē sāgar ātmāō̃ kō , sadā khuśhī mē̃ rahnē vālē aur khuśhī dēnē vālē master dātā bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē . 155Dādiyō̃ sē  : bāpdādā nē dēkhā ki sabhī mahārathiyō̃ nē dil sē sabkō śhaktiśhālī banānē key|kī sēvā bahut achchhī key|kī . 156Iskē liē śhukriyā kyā karē̃ lēkin khātā bahut jamā huā . 157Bahut baṛā khātā jamā huā .

92I must not give sorrow.

158Bāpdādā mahāvīr bachchō̃ key|kī himmat aur umaṅg-ullās dēkh padmaguṇā sē bhī jyādā harṣhit hōtē haĩ .

93I must not give it, but I must not take it either. 94Since it is not anything good, why do you accept the rubbish and accumulate it?

159Himmat rakhī hai , saṅgaṭhan sadā snēh K|kē sūtra mē̃ rahā hai isliē iskī saphaltā hai .

95When you accept sorrow, you accumulate rubbish. 96What will emerge from the rubbish?

160Saṅgaṭhan majbūt hai nā  ! 161Chhōṭī mālā majbūt hai .

97Germs in the form of traces of sin.

162Kaṅgan tō banā hai .

98You don't commit big sins.

163Mālā tō nahī̃ banē , kaṅgan tō hai nā .

99Now traces of sin remain.

164Isliē chhōṭī mālā bhī pūjī jātī hai .

100However, there shouldn't be even a trace.

165Baṛī achchhī taiyār hō rahī hai , vah bhī hō jāyēgī , hōnī hī hai .

101Many children say very sweet things to Baba.

166Sunāyā thā nā - baṛī mālā dānē taiyār hai lēkin dānē sē dānā milnē mē̃ thōṛī see|sī|C margin hai .

102Everyone has a heart­to­heart conversation and says very sweet things. 103One slogan has become firm for everyone.

167Lēkin chhōṭī mālā achchhī taiyār hai .

104"We didn't want it to happen, but it happened."

168Isī mālā K|kē kāraṇ hī saphaltā sahaj hai aur saphaltā sadā mālā K|kē maṇakō̃ K|kē galē mē̃ pirōī huī hai .

105If you didn't want it to happen, who else wanted it to happen that you say it happened?

169Vijayī kā tilak lagā huā hai .

106Is there any other soul?

170Bāpdādā khuśh hai , padmaguṇā mubārak hai .

107"It should not happen but it happens."

171Nimitt tō āp haĩ nā .

108Who is saying this?

172Bāp tō karāvanhār hai . 173Karnē vālā kaun hai  ?

109Is some other soul saying this, or are you saying it?

174Karnē kē liē nimitt āp hō , bāp tō backbone hai .

110You will not prove your tapasya because of these things.

175Isliē bahut achchhī prīti key|kī rīti bhī nibhāī aur pālnā key|kī rīti bhī achchhī nibhāī . 176Achchhā . 177 ( 6 . 4 . 91 kō khās dādī jī tathā dādī jānkī jī sē milnē dīdī K|kē kamrē mē̃ bāpdādā padhārē )

111That which should not happen, that which should not be done, for it not to happen and not be done is the sign of a charitable soul. 112BapDada receives such stories from many children every day.

178Karmātīt sthiti K|kē samīp ā rahē haĩ . 179Karma bhī vr̥iddhi kō prāpt hōtā rahtā hai .

113When they speak, they tell the story in such an interesting way that one keeps listening.

180Lēkin karmātīt arthāt karma K|kē kisī bhī bandhan K|kē sparśha sē nyārē . 181Aisā hī anubhav baṛhtā rahē .

114Some of you have the habit of creating long stories, and others tell short stories but you tell many stories.

182Jaisē mujh ātmā nē is śharīr dvārā karma kiyā nā , aisē nyārāpan rahē . 183Na kārya K|kē sparśha karnē kā aur karnē kē bād jō result huī - us phal kō prāpt karnē mē̃ bhī nyārāpan . 184Karma kā phal arthāt jō result nikaltī hai uskā bhī sparśha na hō , bilkul hī nyārāpan anubhav hōtā rahē . 185Jaisē ki dūsrē kōī nē karāyā aur mainnē kiyā .

115Today, it is the last dip of this year's meetings.

186Kisī nē karāyā aur maĩ nimitt banī .

116All of you have come for a dip, have you not?

187Lēkin nimitt bannē mē̃ bhī nyārāpan . 188Aisī karmātīt sthiti baṛhtī jātī hai - aisā feel hōtā hai  ?

117On the path devotion too, when they take a last dip, they definitely have one thought or another.

189Mahārathiyō̃ key|kī sthiti aurō̃ sē nyārī aur pyārī spaṣhṭ hō rahī hai nā .

118They either sacrifice something or they have some selfish motive. 119They have both types of thought.

190Jaisē brahmā bāp spaṣhṭ thē , aisē number-vār āp nimitt ātmāē̃ bhī sākār svarūp sē spaṣhṭ hōtī jātī̃ . 191Karmātīt arthāt nyārā aur pyārā .

120During the Year of Tapasya, have the thought, "Throughout the day, through my thoughts, through my words and through my deeds, I will be a charitable soul and perform charity."

192Karma dūsrē bhī kartē haĩ aur āp bhī kartē hō lēkin āpkē karma karnē mē̃ antar hai . 193Sthiti mē̃ antar hai . 194Jō kuchh bītā aur nyārā ban gayā .

121You were just told about the sign of charity: The instant fruit of charity is that blessings are received from every soul and charity is accumulated in every thought.

195Karma kiyā aur vah karnē kē bād aisā anubhav hōgā jaisē ki kuchh kiyā nahī̃ . 196Karānē vālē nē karā liyā . 197Aisī sthiti kā anubhav kartē rahē̃gē .

122Blessings are accumulated through your words, and thanks from everyone's heart should emerge for your co­operation through your relationships and connections.

198Halkāpan rahēgā .

123This is called tapasya.

199Karma kartē bhī tan kā bhī halkāpan , man key|kī sthiti mē̃ bhī halkāpan .

124Such tapasya will become the basis for world transformation.

200Karma key|kī result man kō khaiñch lētī hai . 201Aisī sthiti hai  ?

125You will receive a prize with such a result.

202Jitnā hī kārya baṛhtā jāyēgā utnā hī halkāpan bhī baṛhtā jāyēgā .

126So, don't tell any stories about what happened.

203Karma apnī taraph ākārṣit nahī̃ karēgā lēkin mālik hōkar karma karānē vālā karā rahā hai aur nimitt karnē vālē nimitt bankar kar rahē haĩ . 204Ātmā K|kē halkēpan key|kī niśhānī hai - ātmā key|kī jō viśhēṣh śhaktiyā̃ haĩ man , buddhi , saṅskār , yah tīnō̃ hī aisī halkī hōtī jāyēgī . 205Saṅkalp bhī bilkul hī halkī sthiti kā anubhav karāyēṅgē . 206Buddhi key|kī nirṇay śhakti bhī aisā nirṇay karēgī jaisē ki kuchh kiyā hī nahī̃ , aur kōī bhī saṅskār apnī taraph ākārṣit nahī̃ karēgā .

127Actually, all the teachers should claim the first prize.

207Jaisē bāp K|kē saṅskār kārya kar rahē haĩ .

128Together with that, the Madhuban residents should also claim it.

208Yah man-buddhi-sanskār , sūkṣhma śhaktiyā̃ jō haĩ , tīnō̃ mē̃ light ( halkā ) , anubhav karē̃gē . 209Svataḥ hī sabkē dil sē , mukh sē yahī nikaltā rahēgā ki jaisē bāp , vaisē bachchē nyārē aur pyārē haĩ . 210Kyōṅki samay pramāṇ bāhar kā vātāvaraṇ din pratidin aur hī bhārī hōtā jāyēgā . 211Jitnā hī bāhar kā vātāvaraṇ bhārī hōgā utnā hī ananya bachchō̃ K|kē saṅkalp , karma , sambandh light ( halkē ) hōtē jāyēṅgē aur is lāiṭanēs K|kē kāraṇ sārā kārya light chaltā rahēgā .

129Why is that?

212Vāyumaṇḍal tō tamōpradhān hōnē K|kē kāraṇ aur bhinn-bhinn prakār sē bhārīpan kā anubhav karē̃gē . 213Prakr̥iti kā bhī bhārīpan hōgā .

130The wave of Madhuban and the wave of the instrument teachers easily reach those in a household and the Godly students.

214Manuṣhyātmāō̃ key|kī vr̥ittiyō̃ kā bhī bhārīpan hōgā .

131So, all of you will claim a number ahead anyway.

215Iskē liē bhī bahut halkāpan bhī aurō̃ kō bhī halkā karēgā .

132Now it will be seen whose names come up for the prize.

216Achchhā , sab ṭhīk chal rahā hai nā . 217Kārōbār kā prabhāv āp lōg kē ūpar nahī̃ paṛtā .

133Will it be the names of the teachers, of the Madhuban residents or of the Godly students?

218Lēkin āpkā prabhāv kārōbār par paṛtā hai .

134Double foreigners too are making intense effort.

219Jō kuchh bhī kartē hō , suntē hō tō āpkē halkēpan key|kī sthiti kā prabhāv kārya par paṛtā hai . 220Kārya key|kī halchal kā prabhāv āp lōgō̃ kē ūpar nahī̃ ātā . 221Achal sthiti kārya kō bhī achal banā dētī hai . 222Sab rīti sē asambhav kārya sambhav aur sahaj hō rahē haĩ aur hōtē rahē̃gē .

135BapDada has many prizes.

223Achchhā . 224Madhuban nivāsī bhāī-bahinō̃ sē

136Whoever wishes to claim them can do so.

225Madhuban nivāsī arthāt rājr̥iṣhi kumār aur kumāriyā̃ .

137There is no lack of prizes. 138The treasure­store is full.

226Rājr̥iṣhi arthāt rājya adhikārī aur tapasvī , kyōṅki madhuban hai hī tapasyā bhūmi .

139Achcha. 140All of you have reached the gathering.

227Jō rahtē hī haĩ tapasyā bhūmi mē̃ vō tapasvī huē nā  !

141Did you enjoy it or was there any difficulty?

228Tō rājr̥iṣhi arthāt rājya adhikārī kē sāth tapasyā bhī .

142The rain welcomed you, for nature also has love for you.

229Rājya adhikārī banē̃ bhī tab , jab tapasvī banē̃ .

143You didn't get frightened, did you?

230Tapasvī nahī̃ tō rājya adhikārī nahī̃ .

144You have received good Brahma bhojan, have you not?

231Madhuban nivāsiyō̃ key|kī akhaṇḍ tapasyā hai nā , yā ēk sāl key|kī tapasyā hai  ? 232Akhaṇḍ tapasvī hō nā  ?

145You have been pushed around for 63 births, and you have now found the destination.

233Jaisē yahā̃ sēvā kā bhī akhaṇḍ pāṭh chaltā hai nā .

146You at least have three square feet of land!

234Sirph vidhi badaltī hai sēvā key|kī . 235Lēkin sēvā kā akhaṇḍ pāṭh chaltā hai .

147Such a huge hall has been built, and so you increased the beauty of the hall.

236Tō jaisē sēvā akhaṇḍ hai , aisē madhuban nivāsiyō̃ key|kī tapasyā bhī akhaṇḍ hai .

148The hall is being used in a worthwhile way. 149There wasn't any difficulty, was there?

237Akhaṇḍ tapasyā arthāt kabhī bhī khaṇḍit nahī̃ aur madhuban nivāsiyō̃ key|kī tapasyā ati sahaj hai .

150However, this doesn't mean that you keep holding gatherings like this.

238Kyō̃  ? 239Kyōṅki madhuban nivāsī bēphikar bādśhāh haĩ .

151The facilities also have to come with the creation.

240Sēvā bhī kartē hō lēkin banā banāyā bhī miltā hai aur sabsē jyādā madhuban nivāsiyō̃ kō sarv brāhmaṇō̃ key|kī duāē̃ miltī hai . 241Sabkē mukh sē , dil sē kyā nikaltā hai  ? 242Madhuban vālē bahut achchhē haĩ . 243Tō duāō̃ kā khazānā madhuban nivāsiyō̃ kō viśhva key|kī ātmāō̃ K|kē dvārā miltā hai .

152Achcha.

244Yōg śhivir mē̃ bhī chāhē V|we . I|āī|eye . Ps . āyē , chāhē I|āī|eye . Ps . āyē … sabhī K|kē mukh sē madhu-ban nivāsiyō̃ kē liē duāē̃ nikaltī haĩ , tō sikīladhē hō gayē nā . 245Mēhnat jarūr kartē hō . 246Lēkin mēhnat kā pratyakṣhaphal bhī khātē hō . 247Sēvā kā record tō sadā sē achchhā rahā hai aur achchhā rahēgā .

153To all the elevated souls who are children and so masters, to the charitable souls who constantly accumulate charity in every step, to the special souls who are constantly seated on the heart­throne and have a right to the throne of the world, to the souls who are master oceans of happiness and constantly give happiness and take happiness, to the children who are master bestowers and constantly remain happy and give happiness to everyone, BapDada's love, remembrance and namaste.

248Samay pramāṇ ever ready bhī ban jātē hō aur kōī bhī bāt kā sāmnā bhī kar lētē hō . 249Pahāṛ uṭhānē mē̃ hōśhiyār hō . 250Tō abhī is baṛē mēlē mē̃ thakē tō nahī̃  ? 251Sabsē jyādā kām hai vaisē pānī vālō̃ kā , bhaṇḍārē vālō̃ kā bhī apnā hai , bhējnē vālō̃ kā bhī apnā hai .

154BapDada speaking to the Dadis:

252Harēk department vālō̃ kā apnā hai . 253Ēk bhī department nahī̃ hō , tō nahī̃ chal saktā . 254Sabhī department kē nimitt banē huē milkar athak hōkar kartē hō . 255Tabhī saphaltā prāpt hōtī hai .

155BapDada saw that all the maharathis did very good service from their hearts of making everyone powerful, and so there is no need for Baba to thank you, but you have accumulated a lot in your account.

256Tō sēvā key|kī saphaltā mē̃ sadā prize miltī hai .

156You have accumulated a very big account.

257Abhī tapasyā mē̃ prize lō|low . 258Sabhī nē achchhā sahyōg diyā hai aur result bhī bahut achchhī rahī .

157BapDada is more than multimillion times pleased to see the courage, zeal and enthusiasm of the mahavir children.

259Nām nahī̃ lētē haĩ lēkin her|har department nē achchhā kiyā hai - tō padmaguṇā mubārak hō .

158You maintained courage, and the gathering always remained tied with the thread of love, and, therefore, there was success.

260Is bār nirvighna rahā .

159The gathering is strong, is it not?

261Itnī baṛī season hōtē bhī kōī aisā case nahī̃ huā . 262Kōī śharīr chhōṛtā hai tō madhuban nivāsiyō̃ kō dō din khānā nahī̃ miltā . 263Is bārī tō kuchh nahī̃ huā . 264Chāhē pattalē̃ maṅgāī , chāhē tent lagāyā , bāriśh I|āī|eye , yā havāē̃ I|āī|eye , lēkin nirvighna hō .

160The small rosary is strong.

265Abhī sirph jānā rah gayā , bas nā .

161The bracelet is ready.

266Ānē-jānē , khātirī karnē vālē sabhī nē bahut achchhā nibhāyā .

162The rosary is not ready, but the bracelet is ready, is it not?

267Āp sabhī bhī khuśh hai nā ki nirvighna bītā . 268Sabnē kamāl key|kī .

163This is why even a small rosary is worshipped.

269Pahuñchānē vālē bhī rātri mē̃ jāgtē rahē .

164The big one is still being prepared.

270Tō madhuban nivāsiyō̃ kā jāgraṇ bahut hōtā hōgā tabhī aur lōg bhī jāgtē haĩ .

165That will also be prepared; it has to be prepared.

271Kōī na kōī dēv yā dēvī K|kē rūp mē̃ āpkā jāgraṇ hōtā hai . 272Tō achchhē marks haĩ .

166You were told that some of the beads are ready for the big rosary.

273Samjhā . 274Abhī aisī tapasyā karnā jō chārō̃ ōr madhuban key|kī tapasyā kā sahyōg prāpt hō .

167There is a small margin for making the beads come together.

275Sabhī anubhav karē̃ ki viśhēṣh sahyōg mil rahā hai .

168The small garland is being prepared very well.

276Sabkī tabiyat tō ṭhīk rahī nā  ? 277Achchhā .

169Because of this garland, there is easy success.

278 ( double vidēśhiyō̃ sē ) - double vidēśhī sadā hī double arthāt combined rahnē K|kē ādatī haĩ .

170And success is always garlanded around the neck of the beads of the garland.

279Company kō pasand kartē haĩ nā .

171The tilak of victory is applied.

280Compa-nion kō bhī pasand kartē haĩ .

172BapDada is pleased. 173Multimillion times congratulations.

281Tō companion bhī mil gayā aur company bhī mil gaī .

174You are the instruments. 175The Father is Karavanhar (the One who inspires).

282Dōnō̃ mil gayē nā  !

176Who are the ones who do it?

283Achchhā . 284Race tō achchhī kar rahē hō .

177You are the ones who are instruments to do it.

285Double vidēśhī , chāhē vidēśh key|kī sēvā pīchhē huī hai , lēkin sabmē̃ āgē jānē kā umaṅg achchhā hai aur himmat bhī achchhī rakhtē haĩ . 286Isliē bāpdādā key|kī madad bhī miltī rahtī hai aur sadā adhikārī haĩ madad milnē K|kē . 287Double vidēśhiyō̃ kō sadā naśhā rahtā hai nā . 288Purānī duniyā mē̃ tō bhāṣhā key|kī bhī samasyā hō jātī hai .

178The Father is the Backbone.

289Apnē rājya mē̃ yah kōī samasyā nahī̃ hai . 290Achchhā . 291Sabhī tīvr puruṣhārthī hō nā .

179This is why it is very good. 180You have fulfilled the responsibility of love and sustenance very well.

292Puruṣhārthī nahī̃ bannā . 293Achchhā .

181Achcha. 182* * * O MS H A N T I * * *