शनिवार 26 अक्टूबर 1991 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 26-10-91 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 26-10-91 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

1Tapasyā kā pratyakṣ-phal - khuśhī

1Happiness is the practical fruit of tapasya

2Avyakt bāpdādā apnē tapasvī rāj bachchō̃ prati bōlēḥ -

2Today, BapDada is seeing all His royal tapaswi children.

3Āj bāpdādā apnē sarv tapasvīrāj bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .

3You are tapaswis and you also have a right to the kingdom.

4Tapasvī bhī hō aur rāj-adhikārī bhī hō isliē tapasvīrāj hō .

4Therefore, you are tapaswi­raj (tapaswi kings).

5Tapasyā arthāt rājya adhikārī bannā .

5Tapasya means to have a right to the kingdom.

6Tapasyā rājā banātī hai .

6Tapasya makes you into kings.

7Tō sabhī rājā banē hō nā . 8Tapasyā kā bal kyā phal dētā hai  ?

7All of you have become kings, have you not?

9Adhīn sē adhikārī arthāt rājā banā dētā hai isliē gāyan bhī hai ki tapasyā sē rājya bhāgya prāpt hōtā hai . 10Tō bhāgya kitnā śhrēṣhṭh hai  ! 11Aisā bhāgya sārē kalp mē̃ kisī kō bhī prāpt nahī̃ hō saktā . 12Itnā baṛā bhāgya hai jō bhāgya vidhātā kō apnā banā diyā hai .

8What fruit does the power of tapasya give?

13Ēk ēk bhāgya alag māṅgnē key|kī āvaśhyaktā nahī̃ hai . 14Bhāgya vidhātā sē sarv bhāgya varsē mē̃ lē liyā hai .

9It changes you from being dependent into those who have a right, that is, it makes you into kings.

15Varsā kabhī māṅgā nahī̃ jātā hai . 16Sarv bhāgya , bhāgya vidhātā nē svayã hī diyā hai .

10This is why it has been remembered that you claim the fortune of the kingdom through tapasya.

17Tapasyā arthāt ātmā kahtī hai maĩ tērī tū mērā , iskō hī tapasyā kahā jātā hai . 18Isī tapasyā K|kē bal sē bhāgya vidhātā kō apnā banā diyā hai . 19Bhāgya vidhātā bāp bhī kahtē haĩ maĩ tērā . 20Tō kitnā śhrēṣhṭh bhāgya hō gayā  !

11How elevated your fortune is!

21Bhāgya kē sāth sāth svarājya abhī milā hai . 22Bhaviṣhya viśhva kā rājya svarājya kā hī ādhār hai .

12No one throughout the entire cycle can claim such fortune.

23Isīliē tapasvīrāj hō . 24Bāpdādā kō bhī apnē har ēk rājya adhikārī bachchē kō dēkh harṣh hōtā hai .

13Your fortune is so great that you have made the Bestower of Fortune belong to you.

25Bhakti mē̃ anēk janmō̃ mē̃ bāpdādā kē āgē kyā bōlā  ? 26Yād hai yā bhūl gayē hō  ?

14There is no need for each of you to ask for the different types of fortune individually.

27Bār bār apnē kō maĩ gulām , maĩ gulām hī bōlā hai . 28Maĩ gulām tērā .

15You have claimed all types of fortune from the Bestower of Fortune as an inheritance.

29Bāp kahtē haĩ mērē bachchē aur gulām  !

16An inheritance is never asked for.

30Sarv śhaktivān K|kē bachchē aur gulām śhōbhtā hai  !

17The Bestower of Fortune Himself has given you all fortune.

31Isliē bāp nē maĩ gulām tērā kē bajāē kyā anubhav karāyā  ? 32Maĩ tērā .

18Tapasya means that the soul says, “I am Yours and You are mine.”

33Tō gulām sē rājā ban gayē .

19This is called tapasya.

34Abhī bhī kabhī gulām tō nahī̃ bantē hō  ? 35Gulāmapan K|kē purānē saṅskār kabhī emerge tō nahī̃ hōtē haĩ  ?

20With the power of this tapasya, you have made the Bestower of Fortune belong to you.

36Māyā K|kē gulām hōtē hō  ? 37Rājā kabhī gulām nahī̃ ban saktā hai .

21The Father, the Bestower of Fortune, also says: I am yours.

38Gulāmapan chhūṭ gayā vā kabhī kabhī achchhā lagtā hai  ?

22So, how elevated your fortune is!

39Tō tapasyā kā bal bahut śhrēṣhṭh hai aur tapasyā kyā kartē hō  ? 40Tapasyā mē̃ mēhnat kartē hō  ?

23Together with receiving fortune, you have now also received self­sovereignty.

41Bāpdādā nē sunāyā thā ki tapasyā kyā hai  ? 42Mauj manānā .

24The future kingdom of the world depends on self­sovereignty.

43Tapasyā arthāt bahut sahaj nāchnā aur gānā bas .

25This is why you are tapaswi­raj.

44Nāchnā gānā sahaj hōtā hai vā muśhkil hōtā hai  ? 45Manōrañjan hōtā hai vā mēhnat hōtī hai  ?

26BapDada is also pleased seeing all His children who have a right to the kingdom.

46Tō tapasyā mē̃ kyā kartē hō  ? 47Tapasyā kā pratyakṣhaphal hai khuśhī .

27Do you remember what you said in devotion for many births in front of BapDada?

48Tō khuśhī mē̃ kyā hōtā hai  ? 49Nāchnā .

28Do you remember or have you forgotten?

50Tapasyā arthāt khuśhī mē̃ nāchnā aur bāp K|kē aur apnē ādi anādi svarūp K|kē guṇ gānā . 51Tō yah gīt kitnā baṛā aur kitnā sahaj hai . 52Ismē̃ galā ṭhīk hai vā nahī̃ ṭhīk hai iskī bhī jarūrat nahī̃ hai . 53Nirantar yah gīt gā saktē hō .

29You said, again and again, “I am Your slave, I am Your slave.”

54Nirantar khuśhī mē̃ nāchtē rahō .

30The Father says: My children, and slaves!

55Tō tapasyā kā arth|earth kyā huā  ? 56Nāchnā aur gānā kitnā sahaj hai .

31You are the children of the Almighty Authority, and so does it suit you to be slaves?

57Māthā bhārī uskā hōtā hai jō chhōṭī see|sī|C galatī|galtī kartē haĩ . 58Brāhmaṇ jīvan mē̃ kabhī kiskā māthā bhārī hō nahī̃ saktā .

32This is why, instead of “I am Your slave”, what experience did the Father give you?

59Hospital banānē vālō̃ kā māthā bhārī huā  ?

33He gave you the experience of “I am yours.”

60Trustee sāmnē baiṭhē haĩ nā  !

34So, from slaves you became kings.

61Māthā bhārī hai , jab karankarāvanhār bāp hai tō āpkō kyā bōjh hai  ?

35You don't become slaves at any time, even now, do you?

62Yah tō nimitt banākar bhāgya banānē kā sādhan banā rahē hō .

36The old sanskars of being a slave don't ever emerge, do they?

63Āpkī jimmēvārī kyā hai  ?

37Do you become slaves of Maya?

64Bāp kē bajāē apnī jimmēvārī samajh lētē haĩ tō māthā bhārī hōtā hai . 65Bāp sarv śhaktivān mērā sāthī hai tō kyā bhārīpan hōgā . 66Chhōṭī see|sī|C galatī|galtī kar dētē hō , mērī jimmēvārī samajhtē hō tō māthā bhārī hōtā hai . 67Tō brāhmaṇ jīvan hī nāchō gāō aur mauj karō .

38Do you become slaves?

68Sēvā chāhē vāchā hai chāhē karmaṇā .

39A king can never be a slave.

69Yah sēvā bhī ēk khēl hai . 70Sēvā kōī aur chīj nahī̃ hai .

40Your slavery has finished.

71Kōī dimāg K|kē khēl hōtē haĩ , kōī halkē khēl hōtē haĩ . 72Lēkin haĩ tō khēl nā .

41Has it finished, or do you sometimes enjoy it?

73Dimāg K|kē khēl mē̃ dimāg bhārī hōtā hai kyā .

42The power of tapasya is very elevated.

74Tō yah sab khēl kartē hō .

43And what tapasya do you do?

75Tō chāhē kitnā bhī baṛā sōchnē kā kām hō , attention dēnē kā kām hō lēkin master sarvśhaktivān ātmā kē liē sab khēl hai , aisē hai  ? 76Vā thōṛā thōṛā kartē kartē thak jātē hō  ? 77Mējōriṭī athak bantē hō lēkin kabhī kabhī thōṛā thak jātē hō . 78Yahī yōg kā prayōg sarv khajānō̃ kō , chāhē samay , chāhē saṅkalp , chāhē gyān kā khazānā vā sthūl tan bhī agar yōg K|kē prayōg key|kī rīti sē prayōg karō tō her|har khazānā baṛhtā rahēgā .

44Do you labour for tapasya?

79Is tapasyā varṣh mē̃ yōg kā prayōg kiyā hai nā . 80Kyā prayōg kiyā hai  ?

45BapDada had told you what tapasya is: To celebrate with pleasure.

81Is ēk ēk khazānē kā prayōg karō . 82Kaisē prayōg karō  ?

46Tapasya means to sing and dance very easily, that is all.

83Kōī bhī khazānē kō cum|kam kharchā aur prāpti adhik .

47Is singing and dancing difficult or easy?

84Mēhnat cum|kam saphaltā jyādā is vidhi sē prayōg karō .

48Is it entertainment or is it labour? 49It is entertainment, is it not?

85Jaisē samay kō vā saṅkalp kō uṭhāō - yah śhrēṣhṭh khazānē haĩ . 86Tō saṅkalp kā kharcha kam hō lēkin prāpti jyādā hō . 87Jō sādhāraṇ vyakti dō chār minute saṅkalp chalānē kē bād , sōchnē kē bād saphaltā yā prāpti kar saktā hai vah āp ēk dō second mē̃ kar saktē hō . 88Jiskō sākār mē̃ bhī brahmā bāp kahtē thē cum|kam kharchā bālā naśhīn .

50What do you do when doing tapasya?

89Kharcha cum|kam karō lēkin prāpti 100 guṇā hō .

51The instant fruit of tapasya is happiness. 52What happens in happiness?

90Issē kyā hōgā  ?

53You dance, do you not?

91Jō bachat hōgī chāhē samay key|kī , chāhē saṅkalp key|kī tō bachat kō aurō̃ key|kī sēvā mē̃ lagā sakē̃gē . 92Dān puṇya kaun kar saktā hai  ?

54So tapasya means to dance in happiness, and to sing praise of the Father’s and your original and eternal form.

93Jiskō dhan key|kī bachat hōtī hai .

55How great this song is!

94Agar apnē prati lagānē jitnā hī kamāyā aur khāyā tō dān puṇya kar nahī̃ sakē̃gē . 95Yōg kā prayōg yahī hai . 96Cum|kam samay mē̃ result jyādā , cum|kam saṅkalp sē anubhūti jyādā hō tab hī her|har khazānā aurō̃ kē prati use kar sakē̃gē . 97Aisē hī vāṇī aur karma , cum|kam kharchā aur saphaltā jyādā tab hī kamāl gāī jātī hai .

56And how easy it is!

98Bāpdādā nē kamāl kyā key|kī  ? 99Kitnē thōṛē samay mē̃ kyā sē kyā banā diyā  ?

57For this, you don’t need to worry about whether your throat is OK or not.

100Tab tō kahtē hō kamāl kar dī .

58You can constantly sing this song.

101Ēk kā padmaguṇā prāpti kā anubhav kartē hō .

59Continue to dance in constant happiness.

102Tab kahtē hō kamāl kar diyā .

60So what is the meaning of tapasya?

103Jaisē bāp-dādā kā khazānā prāpti aur anubhūti jyādā karātā hai . 104Aisē āp sab bhī yōg kā prayōg karō .

61To dance and sing. 62How easy it is! 63The head of those who make even tiny mistakes becomes heavy.

105Sirph yah gīt nahī̃ hai ki ‘ ‘ bābā āpnē kamāl kar diyā hai ’ ’ .

64No one's head should ever get heavy in Brahmin life.

106Āp bhī tō kamāl karnē vālē hō . 107Kartē bhī hō .

65Did the heads of those who built the hospital become heavy?

108Lēkin tapasyā K|kē chaltē huē samay mē̃ mējōriṭī key|kī result kyā dēkhī  ? 109Tapasyā kā umaṅg utsāh achchhā hai . 110Attention bhī hai saphaltā bhī hai lēkin svayã prati sarv khazānē use jyādā kartē hō . 111Apnī anubhūtiyā̃ karnā yah bhī achchhī bāt hai .

66The trustees are sitting in front.

112Lēkin tapasyā varṣh svayã prati aur viśhva sēvā prati hī diyā huā hai . 113Tapasyā K|kē vibrations viśhva mē̃ aur tīvragati sē phailāō . 114Jō sunāyā ki yōg K|kē prayōg kō aur anubhav key|kī prayōgśhālā mē̃ prayōg key|kī gati kō baṛhāō . 115Vartamān samay sarv ātmāō̃ kō āvaśhyaktā hai āpkē śhaktiśhālī vibrations dvārā vāyumaṇḍal dvārā parivartan hōnē key|kī .

67Are your heads heavy?

116Isīliē prayōg kō aur baṛhāō . 117Sahyōgī bachchē bhī bahut haĩ .

68Since the Father is Karankaravanhar, what burden do you have?

118Yah sahyōg hī yōg mē̃ badal jāyēgā . 119Ēk haĩ snēhī sahyōgī aur dūsrē haĩ sahyōgī yōgī .

69This is just creating a means of making your fortune by being an instrument.

120Aur tīsrē haĩ nirantar yōgī prayōgī .

70What responsibility do you have?

121Abhī apnē sē pūchhō maĩ kaun . 122Lēkin bāpdādā kō tīnō̃ hī prakār K|kē bachchē priya haĩ .

71It is when you consider it to be your responsibility, instead of the Father’s, that your head becomes heavy.

123Kaī bachchō̃ K|kē vibrations bāpdādā kē pās pahuñchē haĩ .

72If the Almighty Authority is your Companion, would there be heaviness?

124Bhinn bhinn prakār K|kē vibrations haĩ .

73So you just make a small mistake.

125Jāntē hō kaun see|sī|C bāt bāp kē pās pahuñchī hai  ? 126Iśhārē sē samajhnē vālē hō nā  ?

74When you consider it to be your responsibility, your head becomes heavy.

127Is tapasyā varṣh mē̃ jō kuchh hō rahā hai iskā kāraṇ kyā  ?

75Brahmin life is to dance, sing and experience pleasure.

128Baṛē baṛē project kar rahē hō iskā kāraṇ kyā  ? 129Kōī samajhtē haĩ ki yahī tapasyā kā phal hai .

76Whether it is service through action or through words, service is a game.

130Kōī samajhtē haĩ tapasyā varṣh mē̃ yah kyō̃  ?

77Service is not anything else.

131Dōnō̃ vibrations ātē haĩ . 132Lēkin yah samay key|kī tīvragati aur tapasyā K|kē vibrations sē āvaśhyaktā kā pūrṇ hōnā yah tapasyā K|kē bal kā phal hai . 133Phal tō khānā paṛēgā nā . 134Yah drama dikhātā hai ki tapasyā sarv āvaśyakatāō̃ kō samay par sahaj pūrṇ kar saktī hai .

78It is a game.

135Samjhā . 136Question nahī̃ uṭh saktā ki yah kyō̃ hō rahē haĩ . 137Tapasyā arthāt saphaltā sahaj anubhūti hō .

79Some games are played with the intellect and some are lighter games, but they are still games.

138Āgē chalkar asambhav kaisē sahaj sambhav hōtā hai yah anubhav jyādā sē jyādā kartē rahē̃gē .

80Does your head become heavy with an intellectual game? 81So, you are playing all of these games.

139Vighnō̃ kā ānā yah bhī drama mē̃ ādi sē ant tak nūndh hai .

82You are not working; you are playing games.

140Yah vighna bhī asambhav sē sambhav key|kī anubhūti karātē haĩ . 141Aur āp sabhī tō anubhavī hō hī gayē haĩ . 142Isliē vighna bhī khēl lagtā hai . 143Jaisē phuṭabāl kā khēl kartē hō .

83No matter how great a task that requires thinking may be, or work that requires attention may be, for a soul who is a master almighty authority, everything is a game.

144Tō kyā kartē hō  ?

84Is it like this?

145Bāl ātā hai tabhī tō ṭhōkar lagātē hō .

85Or, do you get tired just doing a little ?

146Agar bāl hī na āyē tō ṭhōkar kaisē lagāyēṅgē  ? 147Khēl kaisē hōgā  ?

86The majority of you are tireless, but sometimes, you get a little tired.

148Yah bhī phuṭabāl kā khēl hai . 149Khēl khēlnē mē̃ majā ātā hai nā yā mūñjhtē hō  ? 150Kōśhiśh kartē hō nā ki bāl mērē pāṅw mē̃ āyē maĩ lagāū̃ . 151Yah khēl tō hōtā rahēgā .

87Whether it is the treasure of time, thoughts, knowledge or physical wealth, if you use it with the method of experimentation of yoga, each treasure will continue to increase.

152Nāthiṅganyu . 153Drama khēl bhī dikhātā hai aur sampann saphaltā bhī dikhātā hai .

88In this year of tapasya, you have been experimenting with yoga.

154Yahī brāhmaṇ kul key|kī rīti rasam hai .

89What did you experiment with?

155Achchhā . 156Is group kō bahut chance milē haĩ .

90Experiment with each one of these treasures.

157Kisī bhī kārya kē nimitt bannā , kisī bhī prakār key|kī vidhi sē nimitt bannā arthāt chance lēnē vālē chancellor bannā . 158Āj K|kē viśhva mē̃ sampatti vālē tō bahut haĩ lēkin āpkē pās|pass sabsē baṛē tē baṛī sampatti kaun see|sī|C hai jō duniyā vālō̃ kē pās nahī̃ hai  ? 159Aur usī key|kī āvaśhyaktā sampatti vālō̃ kō bhī hai tō garīb kō bhī hai . 160Vah kaun see|sī|C sampatti hai  ?

91How can you experiment?

161Sabsē baṛē tē baṛī āvaśhyak sampatti hai simpathī .

92There should be less usage of any treasure but greater attainment.

162Chāhē garīb haĩ chāhē dhanvān haĩ lēkin āj simpathī nahī̃ hai .

93Experiment using the method of less labour and greater success.

163Simpathī key|kī sampatti sabsē baṛē tē baṛī hai .

94For instance, take time, or take thoughts; these are elevated treasures.

164Aur kuchh bhī nahī̃ dō lēkin simpathī sē sabkō santuṣhṭ kar saktē hō . 165Aur āpkī simpathī īśhvarīy parivār K|kē nātē sē simpathī hai . 166Alpkāl key|kī simpathī nahī̃ .

95There should be less use of thoughts, but greater attainment. 96An ordinary person can experience success or attainment after two to four minutes of thinking, but you are able to do it in one or two seconds.

167Pārivārik simpathī sabsē baṛē tē baṛī simpathī hai aur yah sabkō āvaśhyak hai aur āp sabkō dē saktē hō .

97In the sakar form, Brahma Baba also used to call this, ‘Less expenditure and greater glorification’.

168Rūhānī simpathī tan man aur dhan key|kī bhī pūrti kar saktī hai . 169Achchhā is par phir sunāyēṅgē .

98Let there be less expenditure, but there should be one hundredfold attainment.

170Chārō̃ ōr K|kē tapasvī rāj śhrēṣhṭh ātmāyē̃ , sadā yōg K|kē prayōg dvārā cum|kam kharcha saphaltā śhrēṣhṭh anubhav karnē vālē , sadā maĩ tērā tū mērā is tapasyā mē̃ magan rahnē vālē , sadā her|har samay tapasyā K|kē dvārā khuśhī mē̃ nāchnē aur bāp aur apnē guṇ gānē vālē , aisē dēśh vidēśh K|kē sarv smr̥iti svarūp bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē . 171Party sē avyakt bāpdādā key|kī mulākāt 1721 - hospital key|kī sēvā kē nimitt bhāī bahinō̃ sē  : bahut athak sēvā kī hai nā . 173Athak sēvādhārī kō bāpdādā K|kē dil kā snēh aur her|har samay kā sahyōg svataḥ hī prāpt hōtā hai .

99What will happen through this?

174Tō āp sabnē kārya kiyā yā kōī nē karāyā  ? 175 ( bābā nē karāyā ) nimitt āpnē kiyā nā . 176Agar karē̃gē nahī̃ tō pāyēṅgē nahī̃ .

100Whatever saving there has been, whether in time or thoughts, you will be able to use the saving accumulated to serve others.

177Isliē karnē kē nimitt bannā arthāt pānā .

101Who is able to give donations and perform charity?

178Har ēk nē apnā apnā bahut achchhā kārya kiyā .

102Those who have saved wealth.

179Binā sarv K|kē aṅgulī ḍālē kārya sampann nahī̃ hō saktā . 180Isliē jō bhī sabhī baiṭhē hō sabhī kō apnē apnē kārya key|kī mubā-rak hō .

103If you use everything for yourself, if you use up everything that you earn, you cannot give donations or perform charity.

181Abhī samajhtē hō nā ki yah kōī baṛī bāt nahī̃ . 182Aisē tō aur bhī banā saktē haĩ yā yahī bahut muśhkil hai  ? 183Sahaj hō gayā nā . 184Kōī bhī muśhkil agar ātī bhī hai tō khēl kē liē ātī hai .

104This is the experiment of yoga: in less time, there are greater results; with fewer thoughts there should be greater experiences.

185Samjhō khēl kar rahē haĩ . 186Kabhī bhī muśhkil kō muśhkil nahī̃ samjhō .

105Only then can you use all the treasures for others.

187Manōrañjan samjhō tō muśhkil sahaj hō jāyēgī . 188Yah nimitt bannā bhī bhāgya key|kī niśhānī hai .

106In this way, use fewer words and actions and attain greater success; only then would it be called a wonder.

189Bhāgya āpkō khīñchkar lē āyā .

107What wonder did BapDada perform?

190Anēk ātmāō̃ key|kī duāyē̃ prāpt karnē kā bhāgya .

108What did Baba create in such a short space of time?

191Yah cum|kam bāt nahī̃ hai . 192Yah virlē kō prāpt hōtā hai .

109This is why you say that it has been a wonder.

193Jinhōnnē bhī hard work kiyā aur samay par kārya pūrā kiyā , sabkō padmaguṇā mubārak hō . 194Bāpdādā vatan mē̃ baiṭhē bhī dēkhtā hai ki kyā kyā kaun kar rahā hai .

110In return of one, you experience multimillionfold attainment, and this is why you say, “Baba performed wonders.”

195Chāhē dūsrā kōī dēkhē yā na dēkhē . 196Lēkin bāpdādā sabkō dēkhtē haĩ . 197Sabkē man kā record aur tan kā record dōnō̃ hī dēkhtē haĩ .

111Just as the treasures and attainments from BapDada give greater experiences, in the same way, all of you must experiment with yoga.

198 ( gyān sarōvar , sālagā̃v kē liē ) vahô bhī sabhī nē bahut achchhī sēvā key|kī .

112It is not just a song: Baba, You have performed wonders!

199Din rāt lagkar jaṅgal kō maṅgal banānā yah bahut baṛī sēvā hai . 200Unhō̃ kō bhī viśhēṣh mubārak .

113You are also those who perform wonders, and you do perform them.

201 ( hospital K|kē dūsrē phēz kē liē vardān ) yah bhī anēk ātmāō̃ K|kē anēk janmō̃ K|kē jīvan kō śhrēṣhṭh banānē kā foundation hō jāyēgā . 202Nimitt yah patthar kā foundation lagātē haĩ lēkin anēk ātmāyē̃ duāō̃ K|kē bhaṇḍār sē bharpūr hō āpkō duāyē̃ dētī rahē̃gī . 203Tō yah foundation lagānā arthāt duāō̃ K|kē pātr bannā . 204Isliē aur dil sē umaṅg sē , tan-man-dhan , man-vachan-karma sabsē baṛhātē chalō aur apnē sāth aurō̃ key|kī jīvan kō śhrēṣhṭh banātē chalō .

114What was the result of the majority that was seen during tapasya?

205Jaisē pahlē umaṅg utsāh sē kiyā hai ussē bhī jyādā umaṅg utsāh sē yah kārya sampann huā paṛā hai . 206Sab nimitt haĩ .

115The zeal and enthusiasm of tapasya is good, there is also attention and there is success, but you use the treasures more for yourself.

207Achchhā . 2082 - sadā apnē kō holy hans samajhtē hō  ? 209Holy hans kā kartavya kyā hōtā hai  ? 210Holy hans arthāt jō sadā satya aur asatya kā nirṇay kar sakē .

116To have experiences yourself is also a good thing, but the Year of Tapasya has been given for world service as well as for the self.

211Hans mē̃ nirṇay śhakti tīvr hōtī hai .

117Spread the vibrations of tapasya in the world at a faster speed.

212Jis nirṇay śhakti K|kē ādhār par kaṅkaṛ aur ratan kō alag kar saktē haĩ .

118Increase the speed of the experiments of yoga in the laboratory of experiences.

213Ratan kō grahaṇ karēgā aur kaṅkaṛ kō chhōṛ dēgā . 214Tō holy hans arthāt jō sadā nirṇay śhakti mē̃ number one hō .

119At the present time, all souls need to experience the transformation of the atmosphere through your powerful vibrations.

215Negative kō chhōṛ dē aur pājiṭiv kō dhāraṇ karē .

120This is why you must increase these experiments even more.

216Dēkhtē huē suntē huē na dēkhē na sunē .

121There are many co­operative children here.

217Yah hai holy hans key|kī viśhēṣhtā .

122This co­operation will change into yoga.

218Tō aisē hō yā kabhī nagēṭiv bhī dēkh lētē hō  ? 219Negative arthāt vyarth bātē̃ , vyarth karma na sunē na karē̃ aur na bōlē̃ . 220Tō aisī śhakti hai jō vyarth kō samarth mē̃ change kar dō . 221Yā vyarth chaltā hai  ?

123One variety of yogis is those who are loving and co­operative (sahyogi), and the second is those who are co­operative and yogi, and the third is those constant yogis who experiment (prayogi).

222Chāhtē nahī̃ haĩ lēkin chal paṛtā hai , aisē tō nahī̃ hai  ? 223Yadi vyarth kō samarth mē̃ parivartan karnē key|kī śhakti nahī̃ hōgī tō ant mē̃ vyarth kā saṅskār dhōkhā dē dēgā . 224Isliē holy hans arthāt parivartan karnā . 225Vyarth kō samarth mē̃ change karnē kē liē viśhēṣh kyā abhyās chāhiē  ?

124Now ask yourself: Who am I?

226Kaisē change karē̃gē  ? 227Saṅkalp powerful kaisē banēgā  ?

125However, BapDada has love for all three varieties of children.

228Her|har ātmā kē prati śhubh bhāvnā aur śhubh kāmnā agar aisī vidhi hōgī tō parivartan kar lē̃gē . 229Agar kisī kē prati śhubh bhāvnā hōtī hai tō uskī ulṭī bāt bhī sulṭī lagtī hai aur śhubh bhāvnā nahī̃ hōgī tō sulṭī bāt bhī ulṭī lagēgī . 230Isliē her|har ātmā kē prati śhubh bhāvnā aur śhubh kāmnā sadā āv-śyak hai . 231Tō yah rahtī hai yā kabhī kabhī vyarth bhāvnā bhī hō jātī hai  ?

126Many children's vibrations reach BapDada.

232Apnī śhubh bhāvnā vyarth vālē kō bhī change kar dētī hai .

127There are different varieties of vibrations. 128Do you know which kind has reached Baba?

233Vaisē bhī gāyā huā hai ki bhāvnā kā phal miltā hai .

129You are those who understand with a signal, are you not?

234Jab bhaktō̃ kō bhāvānā kā phal miltā hai tō āpkō śhubh bhāvnā kā phal nahī̃ milēgā  ?

130What is the reason for everything that is happening during the Year of Tapasya?

235Tō vyarth kō samarth mē̃ parivartan karnē kā ādhār hai śhubh bhāvnā , śhubh kāmnā . 236Kaisā bhī hō lēkin āp śhubh bhāvnā dō . 237Kitnā bhī gandā pānī ikaṭṭhā hō lēkin achchhā ḍāltē jāyēṅgē tō gandā nikaltā jāyēgā . 238Agar kōī ātmā mē̃ vyarth kō nikālnē key|kī samarthī nahī̃ hai tō āp apnī śhubh bhāvnā key|kī samarthī sē uskē vyarth kō samarth kar dō .

131You are carrying out huge projects.

239Parivartan kar dō .

132What is the reason for this?

240Itnī śhakti hai yā kabhī asar hō jātā hai  ? 241Jaisē bāpdādā nē āpkē vyarth karma kō dēkhkar parivartan kar liyā nā .

133Some think that this is the fruit of tapasya, whereas others wonder why all of this is being done during the Year of Tapasya.

242Kaisē kiyā  ? 243Śhubh bhāvnā sē mērē bachchē haĩ .

134Baba receives both types of vibrations.

244Tō āpkī śhubh bhāvnā ki mērā parivār hai , īśhvarīy parivār hai . 245Kaisā bhī hai chāhē vah patthar hai lēkin āp patthar kō bhī pānī kar dō .

135However, this fast speed of time and the fulfillment of any needs through the vibrations of tapasya are the fruit of the power of tapasya.

246Aisī śhubh bhāvnā aur śhubh kāmnā vālē holy hans hō  ?

136You will have to eat the fruit, will you not?

247Hans kō sadā svachchha dikhātē haĩ . 248Tō svachchha buddhi hans K|kē samān pari-vartan karē̃gē .

137The drama is showing that tapasya can fulfil all needs easily at the right time.

249Apnē mē̃ dhāraṇ nahī̃ karē̃gē .

138Do you understand?

250Tō saṅgamyugī holy hans haĩ yah smr̥iti sadā rakhnī hai . 251Hans sadā kahā̃ rahtē haĩ  ?

139There cannot be the question: Why is this happening?

252 ( sarōvar mē̃ ) tō āp sabhī kahā̃ rahtē hō  ? 253Gyān sarōvar mē̃ .

140Tapasya means to experience success easily.

254Aur kahô tō nahī̃ chalē jātē  ? 255Sthān bhī kitnā baṛhiyā hai sarōvar aur sthiti bhī kitnī baṛhiyā hai .

141As you go further, you will experience how the impossible becomes possible so easily.

256Jō sadā gyān sarōvar mē̃ rahtē haĩ unkī sthiti samarth hōgī yā vyarth hōgī  ?

142You will experience this more and more. 143Obstacles are fixed in the drama from the beginning to the end.

257Tō sadā apnī buddhi K|kē sthān aur sthiti kō check karō . 258Sthān sē sthiti bantī hai .

144Those obstacles also give the experience of making the impossible possible.

259Sadā yah smr̥iti rahē ki maĩ hū̃ hī holy hans .

145And all of you have become experienced.

260Jaisē pradarśhanī mē̃ chitra rakhtē hō na burā dēkhō , na burā bōlō , na burā sunō  ?

146Therefore, even an obstacle feels like a game.

261Yah chitra kiskē liē rakhtē hō  ?

147You play football, do you not?

262Aurō̃ kē liē  ?

148What do you do?

263Tō sārē din mē̃ check karō ki jaisā chitra hai vaisī hī chalan rahī  ?

149Only when the ball comes to you do you kick it.

264Kyōṅki agar kōī vyarth kartā hai aur āpnē sun liyā tō samay kiskā gayā  ?

150If the ball didn't come to you, how could you kick it?

265Dēkh lētē hō tō sōch kiskā chalēgā .

151How could there be a game?

266Āpkā chalēgā nā . 267Nuksān kiskā huā  ?

152This too is a football game.

268Uskā yā āpkā  ? 269Dōnō̃ kā nuksān huā lēkin āp apnā nuksān nahī̃ karō .

153You enjoy playing a game, do you not? 154Or do you get confused?

270Sva parivartan sē dūsrē kā parivartan kar saktē hō . 271Dūsrē kā parivartan hō tō maĩ parivartan hōū̃ .

155You try to make the ball come to you so that you can kick it.

272Tō na vah bad-lēgā na āp badalē̃gē .

156This game will continue.

273Dōnō̃ rah jāyēṅgē . 274Tō holy hans arthāt sva parivartan dvārā aurō̃ kō parivartan karē̃ . 275Āpkī śhubh bhāvnā aur śābh kāmnā vāṇī sē bhī jyādā kām kar saktī hai . 276Kisī K|kē bhī sāmnē jāō āpkī rūhānī bhāvnā aur kāmnā hō tō vah parivartan avaśhya hōgā .

157It is nothing new.

277Achchhā . 278Madhuban nivāsiyō̃ sē 279Madhuban nivāsī chaitanya darśhanīy mūrtiyā̃ hō .

158The drama shows games, and it also brings you complete success.

280Madhuban mē̃ sab kyā dēkhnē ātē haĩ  ? 281Kyā makān dēkhnē ātē haĩ  ?

159This is the custom and system of the Brahmin clan.

282Madhuban nivāsiyō̃ kō dēkhnē ātē haĩ . 283Tō madhuban nivāsī chaltē phirtē chaitanya darśhanīy mūrt hō . 284Chaltē phirtē āpkā darśhan hōtā rahtā hai . 285Aisē her|har karma kartē apnē āpkō darśhanīy mūrt samajhkar chaltē hō  ?

160Achcha.

286Yā kabhī sādhāraṇ bhī hō jātē hō  ?

161This group has had many chances.

287Mandir mē̃ dēkhā hai her|har karma kā darśhan hōtā hai  ? 288Abhī bhagvān sō rahā hai abhī nahā rahā hai , abhī khā rahā hai , abhī śhrr̥iṅgār kar rahā hai .

162To become an instrument for any task, to become an instrument with any method means to become a chancellor who takes a chance.

289Sabkā darśhan hōtā hai . 290Issē kyā siddha hōtā hai  ? 291Ki her|har karma kartē darśhanīy mūrt . 292Isliē her|har karma kā darśhan hōtā hai .

163In today's world, there are many people who have wealth, but what is the greatest wealth you have, that the people of the world do not have?

293Tō aisē darśhanīy mūrtiyō̃ kā kitnā mahatva hai . 294Madhuban vālō̃ nē kitnī duāō̃ kā stock jamā kiyā hai  ?

164And that is what is needed today, by those who are wealthy as well as by those who are poor.

295Hisāb hai  ?

165What wealth is that?

296Achchhā duāyē̃ sirph lētē hō yā dētē bhī hō  ? 297Jō bhī karma karō duāyē̃ lō|low aur duāyē̃ dō . 298Jab bhī kōī śhrēṣhṭh karma kartā hai tō sabkē mukh sē duāyē̃ nikaltī haĩ . 299Her|har karma mē̃ duāyē̃ dō aur duāyē̃ lō|low tō sabhī K|kē mukh sē nikalēgā ki kamāl hai , bahut achchhē haĩ .

166(That of peace.)

300Vāh  ! 301Aisē umaṅg utsāh K|kē bōl nikalē̃gē .

167How can there be peace?

302Aisē karma yādgār ban jātē haĩ .

168The greatest wealth (sampatti) needed is sympathy.

303Tō duāyē̃ lēnē vā dēnē mē̃ busy hō yā sirph karmaṇā mē̃ busy hō  ?

169Whether rich or poor, today there is no sympathy. 170The greatest wealth of all is sympathy.

304Kōī bhī kām karō lēkin khuśhī lō|low aur khuśhī dō . 305Duāyē̃ lō|low duāyē̃ dō .

171Don't give them anything else, but you can make everyone content with sympathy.

306Jab abhī saṅgam par duāyē̃ lē̃gē aur dēgē tab āpkē jaṛ chitra dvārā bhī duā miltī rahēgī . 307Abhī jamā kartē hō tabhī miltī hai .

172And your sympathy is real sympathy because of your relationship of the Godly family.

308Achchhā sabhī khuśh rahtē hō  ?

173It is not temporary sympathy.

309Jō svayã khuśh rahtā hai ussē anya svataḥ hī khuśh hōtē haĩ .

174Sympathy with a family feeling is the greatest sympathy.

310Tō sabsē baṛhiyā kām hai khuśh rahnā aur khuśh karnā .

175Everyone is in need of this and you can give this to everyone.

311Sēvā kā bhāgya tō hai hī hai , mauj bhī hai aur sēvā bhī hai . 312Madhuban kā arth|earth hī hai mauj .

176Spiritual sympathy brings fulfillment of body, mind and wealth.

313Madhuban mē̃ rōj function hōtē haĩ .

177Baba will tell you more about this later. 178Achcha.

314 ( gyān sarōvar kē liē ) 315Jaisā lakṣhya rakhē̃gē vaisā hōnā kōī baṛī bāt nahī̃ hai . 316Itnē sab brāhmaṇ ātmāō̃ K|kē sahyōg key|kī aṅgulī jahā̃ hai vahā̃ pahāṛ kyā rahēgā . 317Isliē jaisā lakṣhya vaisā hōtā hai aur hōtā hī rahēgā .

179To the tapaswi­raj elevated souls everywhere, to those who constantly experience elevated success through the experiment of yoga and less expenditure, to those who constantly remain lost in the tapasya of, 'I am Yours and You are mine', to those who constantly dance in happiness through tapasya, and those who sing praise of Baba and the self, to such children from this land and abroad, who are embodiments of remembrance, BapDada's love, remembrance and namaste.

318Achchhā - ōm śhānti

180* * * O MS H A N T I * * *