बुधवार 4 दिसंबर 1991 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 104-12-91 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 04-12-91 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2Saphal tapasvī arthāt purity key|kī personality aur royalty vālē

1A successful tapaswi soul means one who has the personality and royalty of purity

3Āj chārō̃ ōr K|kē tapasvī bachchō̃ key|kī yād bāpdādā kē pās pahũch rahī hai . 4Kōī sākār mē̃ sammukh yād kā return milan manā rahē haĩ kōī bachchē ākārī rūp mē̃ yād aur milan kā anubhav kar rahē haĩ . 5Bāpdādā dōnō̃ hī rūp K|kē bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ . 6Āj amr̥itvēlē bāpdādā bachchō̃ key|kī tapasyā kā pratyakṣha svarūp dēkh rahē thē .

2Today, the remembrance of the tapaswis everywhere is reaching BapDada.

7Har ēk bachchā apnē purūṣhārth pramāṇ tapasyā kar rahē haĩ . 8Lakṣhya bhī hai aur umaṅg bhī hai . 9Tapasvī sabhī haĩ kyōṅki brāhmaṇ jīvan key|kī viśhēṣhtā hī tapasyā hai .

3Some children are celebrating the corporeal meeting personally, as a return of their remembrance, and some are experiencing remembrance and meeting in the subtle form.

10Tapasyā arthāt ēk K|kē lagan mē̃ magna rahnā .

4BapDada is seeing the children of each form.

11Saphal tapasvī bahut thōṛē haĩ . 12Puruṣhārthī tapasvī bahut haĩ .

5Today, at amrit vela, BapDada was seeing the practical form of the tapasya of the children.

13Saphal tapasvī key|kī niśhānī unkē sūrat aur sīrat mē̃ purity key|kī personality aur purity key|kī royalty sadā spaṣhṭ anubhav hōgī . 14Tapasyā kā arth|earth hī hai man-vachan-karma aur sambandh-sampark mē̃ apavitratā kā aṅśh mātra bhī vināśh hōnā . 15Nām - niśhān samāpt hōnā . 16Jab apavitratā samāpt hō jātī hai tō is samāpti kō hī sampann sthiti kahā jātā hai .

6Each child is doing tapasya according to his own effort.

17Saphal tapasvī arthāt sadā-svataḥ pavitratā key|kī personality aur royalty , her|har bōl aur karma sē , dr̥iṣhṭi aur vr̥itti sē anubhav hō . 18Purity sirph brahmcharya nahī̃ , sampūrṇ pavitratā arthāt saṅkalp mē̃ bhī kōī bhī vikār touch na hō . 19Jaisē brāhmaṇ jīvan mē̃ śhārīrik ākarṣhaṇ va śhārīrik touching apavitratā māntē hō , aisē man-buddhi mē̃ kisī vikār K|kē saṅkalp mātra key|kī ākarṣhaṇ va touching , iskō bhī apavitratā kahā jāyēgā . 20Pavitratā key|kī personality vālē , royalty vālē man-buddhi sē bhī is burāī kō touch nahī̃ kartē .

7All have the aim and the enthusiasm.

21Kyōṅki saphal tapasvī arthāt sampūrṇ vaiṣhṇav .

8All are tapaswis, because the speciality of Brahmin life is tapasya.

22Vaiṣhṇav kabhī burī chīj kō touch nahī̃ kartē haĩ .

9Tapasya means to be lost in the deep love of One.

23Tō unhō̃ kā hai sthūl , āp brāhmaṇ vaiṣhṇav ātmāō̃ kā hai sūkṣhma . 24Burāī kō touch na karnā yahī tapasyā hai .

10There are very few successful tapaswis, but there are many effort­making tapaswis.

25Dhāraṇ karnā arthāt grahaṇ karnā . 26Yē tō bahut mōṭī bāt hai . 27Lēkin saṅkalp mē̃ bhī touch nahī̃ karnā . 28Iskō hī kahā jātā hai sachchē vaiṣhṇav .

11The sign of a successful tapaswi is that from his face and his character, the personality of purity and the royalty of purity will constantly be clearly experienced.

29Sirph yād K|kē samay yād mē̃ rahnā iskō tapasyā nahī̃ kahā jātā . 30Tapasyā arthāt purity K|kē personality aur royalty kā svayã bhī anubhav karnā aur aurō̃ kō bhī anubhav karānā .

12Tapasya means that even any trace of impurity in thoughts, words, deeds, relationships and connections is destroyed, that the name and trace of it is finished.

31Saphal tapasvī kā arth|earth hī hai viśhēṣh mahān ātmā bannā .

13When impurity has finished, this completion is called the complete stage.

32Viśhēṣh ātmāō̃ vā mahān ātmāō̃ kō dēśh key|kī vā viśhva key|kī personalities kahtē haĩ . 33Pavitratā key|kī personality arthāt her|har karma mē̃ mahāntā aur viśhēṣhtā .

14A successful tapaswi means that the personality and royalty of purity should constantly be experienced in your every word, every action and through your vision and attitude.

34Personality arthāt sadā svayã key|kī aur aurō̃ key|kī sēvā mē̃ sadā busy rahnā arthāt apnī inarjā , samay , saṅkalp west|waste nahī̃ ganvānā , saphal karnā . 35Iskō kahē̃gē personality vālē . 36Personality vālē kabhī bhī chhōṭī-chhōṭī bātō̃ mē̃ apnē man-buddhi kō busy nahī̃ rakhtē haĩ . 37Tō apavitratā key|kī bātē̃ āp śhrēṣhṭh ātmāō̃ kē āgē chhōṭī haĩ yā baṛī haĩ  ?

15Purity does not just mean celibacy.

38Isliē tapasvī arthāt aisī bātō̃ kō suntē huē nahī̃ sunē̃ , dēkhtē huē nahī̃ dēkhē̃ .

16Complete purity means that none of the vices are touched even in thought.

39Aisā abhyās kiyā hai  ? 40Aisī tapasyā kī hai  ? 41Vā yahī sōchtē hō chāhtē tō nahī̃ haĩ , lēkin dikhāī dē dētā hai , sunāī dē dētā hai  ? 42Jaisē kōī chīz sē āpkā connection hī nahī̃ haĩ , un chījō̃ kō dēkhtē huē nahī̃ dēkhtē hō nā .

17Just as in Brahmin life you consider any physical attraction or physical touching to be impure, in the same way, if the mind or the intellect is attracted to or touched by the thought of any vice, that too is considered to be impurity.

43Jaisē rāstē par jātē hō , kahī̃ kuchh dikhāī dētā hai parantu āpkē matlab key|kī kōī bāt nahī̃ hai , tō dēkhtē huē nahī̃ dēkhē̃gē nā . 44Side scene samajh kar pār kar lē̃gē nā  ? 45Aisē jō bātē̃ suntē hō , dēkhtē hō , āpkē kām key|kī nahī̃ haĩ , tō suntē huē nahī̃ sunō , dēkhtē huē na dēkhō .

18Those who have the personality of purity, who have the royalty of purity will not touch that which is bad, even through their mind or intellect, because to be a successful tapaswi means to be a complete Vaishnav (one who belongs to the clan of Vishnu).

46Agar man-buddhi mē̃ dhāraṇ kiyā , ki yē aisē haĩ , yē vaisē haĩ … iskō kahā jāyēgā vyarth burāī kō touch kiyā arthāt sachchā vaiṣṇavapan sampūrṇ rūp sē nahī̃ hai . 47Purity K|kē personality mē̃ percentage cum|kam arthāt tapasyā key|kī percentage cum|kam . 48Tō samjhā tapasyā kyā hai  ? 49Isī vidhi sē apnē āpkō check karō - tapasyā varṣh mē̃ tapasyā kā pratyakṣha svarūp purity key|kī personality anubhav kartē hō  ?

19Vaishnavs never touch anything bad.

50Pars-nailiṭī kabhī chhip nahī̃ saktī . 51Pratyakṣha dikhāī jarūr dētī hai . 52Jaisē sākār brahmā bāp kō dēkhā - purity key|kī personality kitnī spaṣhṭ anubhav kartē thē .

20So theirs is a physical aspect, whereas for you Brahmin Vaishnav souls, it is a subtle aspect. 21Not to touch anything that is bad is tapasya.

53Yē tapasyā K|kē anubhav key|kī niśhānī ab āp dvārā aurō̃ kō anubhav hō . 54Sūrat aur sīrat dēnō̃ dvārā anubhav karā saktē hō .

22To imbibe or adopt something means to pick something up; that is a very gross aspect, but you should not even touch it in thought.

55Abhī bhī kaī lōg anubhav kartē bhī haĩ .

23This is called being a true Vaishnav.

56Lēkin is anubhav kō aur svayã dvārā aurō̃ mē̃ phailāō . 57Āj personality kā sunāyā .

24To stay in remembrance simply at the time of remembrance is not called tapasya.

58Phir royalty kā sunāyēṅgē . 59Sabhī milan manānē āyē haĩ . 60Tō bāpdādā bhī milan manānē kē liē āp jaisē vyakt śharīr mē̃ ātē haĩ .

25Tapasya means that the self experiences the personality and royalty of purity and also gives that experience to others.

61Samān bannā paṛtā hai nā . 62Āp sākār mē̃ hō tō bāp kō bhī sākār tan kā ādhār lēnā paṛtā hai .

26Successful tapaswis means those who become special, great souls.

63Vaisē āpkō vyakt sē avyakt bannā hai yā avyakt kō vyakt bannā hai  ? 64Kāydā kyā kahtā hai  ?

27Special souls and great souls are called the personalities of that land or the personalities of the world.

65Avyakt bannā hai nā  ? 66Tō phir avyakt kō vyakt mē̃ kyō̃ lātē hō  ?

28The personality of purity means greatness and speciality in every action.

67Jab āpkō bhī avyakt hī bannā hai tō avyakt kō tō avyakt hī rahnē dō nā . 68Avyakt milan K|kē anubhav kō baṛhātē chalō .

29Personality means to remain constantly busy in serving the self and others, that is, not to waste your energy, time and thoughts, but to use them in a worthwhile way.

69Avyakt bhī drama anusār vyakt mē̃ ānē kē liē bāndhē huē haĩ lēkin samay pramāṇ circumstance pramāṇ avyakt milan kā anubhav bahut kām mē̃ ānē vālā hai . 70Isliē is anubhav kō itnā spaṣhṭ aur sahaj kartē jāō , jō samay par yah avyakt milan sākār samān hī anubhav hō . 71Samjhā - us samay aisē nahī̃ kahnā ki hamkō tō avyakt sē vyakt mē̃ milnē key|kī ādat hai . 72Jaisā samay vaisē milan manā saktē hō .

30Such a soul is called one with personality.

73Samjhā  ! 74Jō bhī jahā̃ sē bhī āyē hō is samay sabhī madhuban nivāsī hō .

31Those with such personality never keep their mind or intellect busy in trivial matters.

75Yā apnē kō mahārāṣhṭra nivāsī , uṛīsā nivāsī … samajhtē hō  ?

32So, in front of you elevated souls, are the things of impurity big or small?

76Original tō madhuban nivāsī hō . 77Yah sēvā arth|earth bhinn-bhinn sthān par gayē hō , brāhmaṇ arthāt madhuban nivāsī .

33Therefore, to be a tapaswi means not to see while seeing and not to hear while hearing such things.

78Sēvā sthān par gayē hō isīliē sēvā sthān kō mērā yahī sthān hai - yah kabhī bhī nahī̃ samajhnā . 79Kaī bachchē aisē kahtē haĩ , iskō change karō tō kahtē haĩ nahī̃ , hamkō pañjāb mē̃ vā uṛīsā mē̃ hī bhējō . 80Tō original pañjāb , uṛīsā K|kē hō vā madhuban K|kē hō . 81Phir kyō̃ kahtē hō ham pañjāb K|kē haĩ tō pañjāb mē̃ hī bhējō , gujarāt K|kē haĩ tō gujarāt mē̃ hī bhējō  ?

34Have you had such practice?

82Change hōnē mē̃ taiyār hō  ?

35Have you done such tapasya?

83Teachers sabhī taiyār hō  ? 84Kisī kō kahā̃ bhī change karē̃ , taiyār haĩ  ?

36Or, do you think, “I didn't want to look, but yet I saw it; I didn't want to listen, but yet I heard it”?

85Dēkhō , dādī sabhī kō certificate nā kā dē rahī hai . 86Achchhā yah bhī April mē̃ karē̃gē .

37When you do not have any connection with something, you do not see it even while seeing it.

87Jō change hōnē kē liē taiyār hō̃ vahī milnē āvē̃ .

38If you see something while walking along, what do you do?

88Centre par jākar sōchē̃gē yadi nahī̃ rahē̃gē ki iskā kyā hōgā , mērā kyā hōgā …  ?

39If it does not concern you, even while seeing it, you do not see it, do you?

89Thōṛā bahut kuchh kinārā bhī karē̃gī . 90Bāpdādā sē tapasyā key|kī prize lēnē chāhtē hō aur bāpdādā kō tapasyā key|kī prize dēnē bhī chāhtē hō , yā sirph lēnē chāhtē hō  ? 91Sabhī centre sē surrender hōkar ānā .

40You consider those to be side­ scenes, and go beyond them, do you not? 41In the same way, if you hear something or see something, if it is of no use to you, while hearing, do not hear it, while seeing, do not see it.

92Nayē makān mē̃ āsakti hai kyā  ? 93Mēhnat karkē banāyā hai nā , jahā̃ mērāpan hai vahā̃ tapasyā kiskō kahā jāyēgā  ?

42If you imbibe it in the mind or intellect, thinking, “It is like this, it is like that”, that is known as touching waste, and that which is bad.

94Tapasyā arthāt tērā aur tapasyā bhaṅg hōnā mānā mērā .

43That means you are not a complete, true Vaishnav.

95Samjhā - yē tō sab chhōṭī-chhōṭī teachers haĩ kahē̃gī harjā nahī̃ yahā̃ sē vahā̃ hō jāyēṅgī .

44If there is a lower percentage in the personality of purity, it means that there is a lower percentage of tapasya.

96Baṛō̃ kō thōṛā sōchnā paṛtā .

45Do you understand what tapasya is?

97Achchhā - jō centre par ānē vālē haĩ vō bhī sōchtē hōṅgē hamārī teacher chalī jāyēgī , āp sabhī bhī ever ready hō  ?

46Check yourself with this method. 47During the Year of Tapasya, do you experience the practical form of the personality of purity?

98Kōī bhī kahā̃ bhī chalī jāyē . 99Vā kahē̃gē hamkō tō yahī teacher chāhiē  ?

48Personality can never remain hidden; it is definitely visible.

100Jō samajhtē haĩ ki kōī bhī teacher milē usmē̃ rāzī haĩ vah hāth uṭhāvē̃ . 101Kōī bhī teacher milē bāpdādā jimmēvār hai , dādī dīdī jimmēvār hai , vah hāth uṭhāyē̃ .

49You saw sakar Brahma Baba, and just as you used to experience the personality of purity very clearly, you experienced this sign of tapasya, so now others should experience this through you.

102Abhī yē T . V|we . mē̃ tō nikālā hai nā . 103Sabhī K|kē phōṭō T . V|we . mē̃ nikāl lō phir dēkhē̃gē . 104Antim paper kā question hī yah ānā hai - naṣhṭōmōhā smr̥iti svarūp .

50You can give an experience through both your face and your character. 51Even now, many people experience this, but you must now spread this experience among others through yourself.

105Tō antim paper kē liē tō sabhī taiyār hōnā hī hai .

52Today, Baba told you about the personality.

106Rehearsal karē̃gē nā , zone head kō bhī change karē̃gē .

53Baba will talk about royalty at another time.

107Pāṇḍavō̃ kō bhī change karē̃gē .

54Everyone has come to celebrate a meeting.

108Āpkā hai hī kyā  ? 109Bāpdādā nē diyā aur bāpdādā nē liyā .

55BapDada also comes into a corporeal body like yours in order to celebrate a meeting.

110Achchhā - sabhī ever ready haĩ isliē abhī sirph hāth uṭhānē key|kī mubārak hō . 111Chārō̃ ōr K|kē saphal tapasvī ātmāō̃ kō , sadā purity K|kē personality mē̃ rahnē vālī , sadā purity K|kē royalty mē̃ rahnē vālī , sadā sachchē sampūrṇ vaiṣhṇav ātmāyē̃ , sadā samay pramāṇ svayã kō parivartan karnē vālē viśhva parivartak , aisē sadā yōgī , sahaj yōgī , svataḥ yōgī , mahān ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē . 112Party sē mulākāt 1131 - sabhī tapasvī ātmāē̃ haĩ - aisē anubhav kartē hō  ?

56He has to become the same as you.

114Tapasyā arthāt ēk bāp dūsrā na kōī . 115Aisē hai yā dūsrā kōī hai abhī bhī kōī hai  ?

57Since you are in the corporeal, the Father also has to take the support of a corporeal body.

116Kōī vyakti yā kōī vaibhav  ? 117Ēk K|kē sivāē aur kōī nahī̃ yā thōṛā-thōṛā lagāv hai  ?

58However, do you in fact have to change from corporeal to subtle, or does the subtle have to become the corporeal?

118Nimitt banavar sēvā karnā vah aur bāt hai lēkin lagāv jahā̃ bhī hōgā , chāhē vyakti mē̃ , chāhē vaibhav mē̃ , tō lagāv key|kī niśhānī hai , vahā̃ buddhi jarūr jāyēgī .

59What does the law say? 60You want to become avyakt, do you not? 61In that case, why do you bring the subtle (avyakt) into the corporeal?

119Man bhāgēgā jarūr . 120Tō check karō ki sārē din mē̃ man aur buddhi kahā̃-kahā̃ bhāgtī hai  ?

62Since you also have to become subtle, why do you not let the subtle remain the subtle?

121Sivāē bāp aur sēvā K|kē aur kahā̃ tō man-buddhi nahī̃ jātī  ?

63Continue to increase the experience of the subtle meeting.

122Agar jātī hai tō lagāv hai . 123Agar vyavahār bhī kartē hō , jō bhī kartē hō , vō bhī trustee bankar .

64According to the drama, the subtle is also tied in the bondage of the drama to come into the corporeal.

124Mērā nahī̃ , tērā . 125Mērā kām hai , mujhē hī dēkhnā paṛtā hai … mērī jimmēvārī hai … aisē kahtē hō kabhī  ?

65However, according to the circumstances, the experience of the subtle meeting will be very useful.

126Kyā karē̃ , mērī jimmēvārī hai nā , nibhānā paṛtā hai nā , karnā paṛtā hai nā , kahtē hō kabhī  ? 127Yā tērā tērē arpaṇ , mērā kahā̃ sē āyā  ?

66Therefore, make this experience so clear and easy that you experience the subtle meeting in the same way that you experience the corporeal meeting.

128Tō yah bōl bhī nahī̃ bōl saktē hō  ?

67Do you understand?

129Mujhē hī dēkhnā paṛtā hai , mujhē hī karnā paṛtā hai , mērā hī hai , nibhānā hī paṛēgā … .

68At that time, do not say that you have the habit of meeting the subtle in the corporeal.

130Mērā kahā aur bōjh huā . 131Bāp kā hai , bāp karēgā , maĩ nimitt hū̃ tō halkē .

69You should be able to celebrate the meeting according to the time.

132Bōjh uṭhānē key|kī ādat tō nahī̃ hai  ?

70Do you understand?

13363 janm bōjh uṭhāyā nā . 134Kaiyō̃ key|kī ādat hōtī hai bōjh uṭhānē key|kī . 135Bōjh uṭhānē binā rah nahī̃ saktē . 136Ādat sē majbūr hō jātē haĩ .

71No matter where all of you have come from, at the moment, all of you are Madhuban residents, or do you consider yourselves to be Maharashtra residents or Orissa residents?

137Mērā mānnā mānā bōjh uṭhānā .

72Originally, you are Madhuban residents.

138Samjhā . 139Thōṛā sā kinārā karkē rakhā hai , samay par kām mē̃ āyēgā  ?

73You have gone to different places for the sake of service; Brahmins means Madhuban residents.

140Pāṇḍavō̃ nē thōṛā bank balance , thōṛā jēb kharcha rakhā hai  ? 141Jarā bhī mērāpan nahī̃ .

74You have gone to your place of service, therefore never consider your place of service to be your place.

142Mērā mānā mailā . 143Jahā̃ mērāpan hōgā nā vahā̃ vikārō̃ kā mailāpan jarūr hōgā .

75Many children are told to change their place, and they reply, “No, send us to Punjab, or send us to Orissa.”

144Tērā hai tō kyā hōgā  ? 145Tairatē rahē̃gē , ḍūbē̃gē nahī̃ .

76Are you originally from Punjab or Orissa, or from Madhuban?

146Tairnē mē̃ tō majā ātā hai nā  ! 147Tō tapasyā arthāt tērā , mērā nahī̃ .

77So why do you say that you are from Punjab, and that you should only be sent to Punjab?

148Achchhā - yē eastern zone hai .

78“We are from Gujarat, and so only send us to Gujarat?”

149Sūrya uday hōtā hai nā .

79Are you ready to change your place?

150Tō eastern zone vālō̃ kē pās bāp kē sāth kā yādgār sūrya sadā hī chamaktā hai nā .

80Are all the teachers ready? 81If any of you were asked to change, would you be ready?

151Sabhī tapasyā mē̃ saphaltā kō prāpt kar rahē hō nā .

82Look, Dadi is giving the certificate of 'no' to all of you.

152Tapasyā mē̃ santuṣhṭ hō  ?

83Achcha, this will be done in April.

153Apnē chart sē santuṣhṭ hō  ? 154Yā abhī hōnā hai  ? 155Yah bhī ēk lift key|kī gift hai .

84Only those who come prepared to change (transfer) should come to celebrate a meeting with Baba.

156Gift jō hōtī hai usmē̃ kharchā nahī̃ karnā paṛtā , kharīdanē key|kī mēhnat nahī̃ karnī paṛtī .

85When you go back to your centre, you will not wonder: “If I do not stay here, what will happen to this one?

157Ēk tō hai apnā purūṣhārth aur dūsrā hai viśhēṣh bāp dvārā gift milnā .

86What will happen to me?” 87You will step away a little.

158Tō tapasyā varṣh ēk gift hai , sahaj anubhūti key|kī gift . 159Jitnā jō karnā chāhē kar saktā hai .

88You wish to claim the prize of tapasya from BapDada, and you also wish to give BapDada a prize of tapasya.

160Mēhnat cum|kam , nimitt mātra aur prāpti jyādā kar saktē haĩ . 161Abhī bhī samay hai , varṣh pūrā nahī̃ huā hai .

89Or, do you only wish to receive it? 90All of you should come having surrendered: surrendered from the centre.

162Abhī bhī jō lēnē chāhō lē saktē hō .

91Do you have any attachment to the new building?

163Isliē saphaltā kā sūrya east mē̃ jagāō .

92You have built it with a lot of effort, have you not?

164Sadā sabhī khuśh haĩ yā kabhī-kabhī kuchh bātē̃ hōtī tō nākhuś bhī hōtē hō  ?

93Where there is the consciousness of 'mine', what would tapasya be called?

165Khuśhī baṛhtī jātī hai , cum|kam tō nahī̃ hōtī hai  ? 166Māyājīt hō yā māyā raṅg dikhā dētī hai  ?

94Tapasya means ‘Yours’ and to break tapasya means to have the consciousness of 'mine'. 95Do you understand?

167Vah kitnā bhī raṅg dikhāyē , maĩ māyāpati hū̃ . 168Māyā rachnā hai , maĩ master rachayitā hū̃ .

96All of these are very young teachers, and so they would say, “It doesn't matter; we can go from here to there.”

169Tō khēl dēkhō lēkin khēl mē̃ hār nahī̃ khāō .

97However, the senior ones have to think a little bit. 98Achcha.

170Kitnā bhī māyā anēk prakār kā khēl dikhāyē , āp dēkhnē vālē manōrañjan samajhkar dēkhō .

99Achcha, those who go to a centre may also be thinking, “Our teacher might go away.” 100Are all of you also ever­ ready?

171Dēkhtē-dēkhtē hār nahī̃ jāō .

101That anyone could go anywhere....?

172Sākṣhī hōkar K|kē , nyārē hōkar K|kē dēkhtē chalō .

102Or, would you say that you want the same teacher?

173Sabhī tapasyā mē̃ āgē baṛhnē vālē , gift lēnē vālē hō  ? 174Sēvā achchhī hō rahī hai  ?

103Those who think that they are happy with any teacher they get, raise your hand!

175Svayã K|kē purūṣhārth mē̃ uṛ rahē haĩ aur sēvā mē̃ bhī uṛ rahē haĩ . 176Sabhī first haĩ . 177Sadā first rahnā , second mē̃ nahī̃ ānā .

104Those who are happy with any teacher they receive knowing that BapDada is responsible, that Dadi and Didi are responsible, raise your hand!

178First rahē̃gē tō sūryavanśhī banē̃gē , second banē̃ tō chandravanśhī .

105Now, this is being recorded on the TV Take everyone's picture on the TV and then we will see them.

179First number māyājīt hōṅgē . 180Kōī samasyā nahī̃ , kōī problem nahī̃ , kōī question nahī̃ , kōī kam-jōrī nahī̃ .

106This will be the question of the final paper: To be a destroyer of attachment and an embodiment of remembrance.

181First number arthāt fast purūṣhārth .

107Everyone has to be ready for the final paper.

182Jiskā fast purūṣhārth hai vō pīchhē nahī̃ hō saktā .

108So you will rehearse this, will you not? 109Zone heads will also be changed (transferred).

183Sadā sākṣhī aur sadā bāp K|kē sāthī - yahī yād rakhnā .

110Pandavas will also be changed. 111What is yours anyway?

1842 - sadā apnē kō sahajyōgī , sahaj gyānī samajhtē hō  ?

112Is there anything? 113BapDada gave it and BapDada took it away.

185Sahaj hai yā mēhnat hai  ?

114Achcha. 115All of you are ever­ready.

186Jab māyā baṛē rūp mē̃ ātī hai tō muśhkil nahī̃ lagtā  ?

116Therefore, congratulations to all of you for raising your hand.

187Madhuban mē̃ baiṭhē hō tō sahaj hai , vahā̃ pravr̥itti mē̃ rahtē jab māyā ātī hai phir muśhkil lagtā hai  ? 188Kabhī-kabhī kyō̃ lagtā hai , uskā kāraṇ  ? 189Mārg kabhī muśhkil , kabhī sahaj hai - aisē nahī̃ kahē̃gē . 190Mārg sadā sahaj hai , lēkin āp kamzōr hō jātē hō isī-liē sahaj bhī muśhkil lagtā hai .

117To the successful tapaswi souls everywhere, to those who constantly stay in the personality of purity, to those who constantly stay in the royalty of purity, to the constantly true, complete Vaishnav souls, to the world transformers who constantly transform themselves according to the time, to such constant yogis, easy yogis, natural yogis, to the great souls, BapDada's love, remembrance and namaste.

191Kamzōr kē liē kōī chhōṭā sā bhī kārya bhī muśhkil lagtā hai .

118BapDada meeting groups: 119Do you have the experience that all of you are tapaswi souls?

192Apnī kamzōrī muśhkil banā dētī hai , bākī muśhkil hai nahī̃ .

120Tapasya means to belong to the one Father and none other.

193Kamzōr kyō̃ hōtē haĩ  ? 194Kyōṅki kōī na kōī vikārō̃ K|kē saṅg dōṣh mē̃ ā jātē haĩ .

121Is it like that or is there anyone else even now – any person or any material comfort?

195Sat kā saṅg kinārē hō jātā hai aur dūsrā saṅg dōṣh lag jātā hai .

122Is there no one apart from the One? 123Or, is there still a little attachment?

196Isliē bhakti mē̃ bhī kahtē haĩ ki sadā satsaṅg mē̃ rahō .

124To do service as an instrument is a different matter.

197Satsaṅg arthāt sat bāp K|kē saṅg mē̃ rahnā . 198Tō āp sadā satsaṅg mē̃ rahtē hō yā aur saṅg mē̃ bhī chakkar lagātē hō  ? 199Satsaṅg key|kī kitnī mahimā hai  !

125But wherever there is attachment – either to a person or a possession – the sign of attachment is that wherever there is attachment your intellect will definitely be pulled there.

200Aur āp sabkē liē sat bāp kā saṅg ati sahaj hai .

126Your mind will definitely run there.

201Kyōṅki samīp kā sambandh hai . 202Sabsē samīp sambandh hai bāp aur bachchē kā .

127So, check where your mind and intellect wander to throughout the day.

203Yah sambandh sahaj bhī hai aur sāth-sāth prāpti karānē vālā bhī hai . 204Tō āp sabhī sadā satsaṅg mē̃ rahnē vālē sahaj yōgī , sahaj gyānī hai .

128Your mind and intellect do not go to anything other than the Father and service, do they? 129If they do, then there is attachment.

205Sadaiv yah sōchō ki ham aurō̃ key|kī bhī muśhkil kō sahaj karnē vālē haĩ .

130When you interact with others, that too is as a trustee; it is not ‘mine’, but ‘Yours’.

206Jō dūsrō̃ key|kī muśhkil kō sahaj karnē vālā hōtā vah svayã muśhkil mē̃ nahī̃ ā saktā .

131“This is my work, I have to look after it, it is my responsibility.” – Do you ever say this? 132“What can I do?

207Achchhā sēvā mē̃ quality hai yā quantity hai  ?

133It is my responsibility, is it not? 134So, I have to fulfill it, do I not?

208Quality vālō̃ key|kī niśhānī kyā hōtī hai  ?

135I have to do it.” 136Do you ever say this?

209Quality vālī ātmā key|kī niśhānī hai - vah ātē hī apnāpan mahsūs karēgī .

137Or, is it that ‘Yours’ is surrendered to You, and so how can there be any consciousness of ‘mine’?

210Uskō yē smr̥iti spaṣhṭ hōgī ki maĩ isī parivār kā thā aur pahũch gayā hū̃ .

138So, you cannot say even these words: “I have to look after everything.

211Apnēpan sē niśhchay mē̃ yā purūṣhārth mē̃ dērī nahī̃ lagēgī . 212Vah apnē parivār kō parakh lēgā , apnē bāp kō pah-cān lēgā . 213Tō apnēpan kā anubhav hōnā yē purūṣhārth mē̃ quality key|kī niśhānī hai . 214Sirph nām yā dhan mē̃ quality nahī̃ , uskō sirph quality nahī̃ kahā jātā hai , lēkin purūṣhārth key|kī bhī quality usmē̃ hō aur jiskā aṭal niśhchay pakkā rahtā hai , uskā prabhāv svataḥ hī aurō̃ par paṛtā hai .

139I have to do it.

215Apnāpan hōnē K|kē kāraṇ uskō sab sahaj anubhav hōgā .

140It is mine and I have to fulfill it.”

216Isliē tīvr arthāt fast jāyēgā .

141As soon as you say, ‘mine’, it becomes a burden.

217Jahā̃ apnāpan hōtā hai vahā̃ kōī bhī kām muśhkil nahī̃ lagtā hai .

142It is the Father’s and the Father will do it; I am just an instrument, and so you remain light.

218Tō aisī quality vālī ātmāyē̃ aur jyādā sē jyādā nikālō .

143You do not have the habit of carrying a burden, do you?

219Samjhā . 220Āp sab tō quality vālī ātmāē̃ hō nā .

144You carried a burden for 63 births, did you not?

221Vr̥iddhi kō prāpt kar rahē hō aur āgē bhī kartē rahē̃gē .

145Many have the habit of carrying a burden.

222Pahlē sva K|kē purūṣhārth mē̃ vr̥iddhi , phir sēvā mē̃ .

146They cannot stay without carrying a burden. 147They are compelled by their habit.

223Tō dēnō̃ bātō̃ mē̃ sadā hī vr̥iddhi kō prāpt kartē , uṛtē chalō .

148To believe it to be ‘mine’ means to carry a burden. 149Do you understand?

224Achchhā . 225Mātāō̃ kō bahut khuśhī hai yā kabhī-kabhī duḥkh key|kī lahar bhī ā jātī hai  ?

150Have you kept aside a little, thinking that it will be useful at a time of need?

226Kuchh bhī hō jāyē , duḥkh key|kī lahar tō nahī̃ ātī hai  ?

151Have the Pandavas kept a little bank­balance, a little pocket­money?

227Saṅkalp mē̃ bhī duḥkh key|kī mahsūstā nahī̃ hō .

152There should not be the slightest consciousness of “mine”.

228Sukhdātā K|kē bachchē hō nā .

153To say ‘mine’ means to become dirty.

229Sukhdātā K|kē bachchō̃ kē pās duḥkh key|kī lēśamātra bhī nahī̃ ā saktī .

154Where there is the consciousness of ‘mine’, there will definitely be the dirt of the vices.

230Svapn mē̃ bhī nahī̃ ā saktī .

155What would happen when you say, “Yours”?

231Aisē sukhdāyī ātmā hō  ?

156You will not drown, but will continue to swim.

232Kyā bhī hō jāyē duḥkh nahī̃ hō saktā .

157You enjoy swimming, do you not?

233Sukh mē̃ rahnē vālē aur sukh dēnē vālē .

158So, tapasya means ‘Yours’, not mine. 159Achcha.

234Duḥkh key|kī duniyā kō chhōṛ diyā .

160This is the Eastern Zone. 161The sun rises in the East.

2353 - double vidēśhī batāō - āpkā is ābū parvat par kaun sā yādgār hai  ?

162So, the memorial of the Father’s company with the Eastern Zone is that the sun constantly shines there.

236Achchhā bhāratvāsī sunāō āpkā yādgār kaun sā hai  ?

163All of you are successful in your tapasya, are you not?

237Achchhā - bhāratvāsiyō̃ kā yādgār acalagaṛh hai aur double vidēśhiyō̃ kā yādgār dilvālā hai  ?

164Are you satisfied with your tapasya? 165Are you satisfied with your chart?

238Yā dēnō̃ hī yādgār dēnō̃ K|kē haĩ  ?

166Or, are you going to become that now?

239Acalagaṛh kaun ban saktā hai  ?

167This is also a gift of a lift.

240Jisnē dilārām kō apnā banā liyā , vahī achal ban saktā hai .

168There is no expense in a gift; you don’t need to make effort to buy it.

241Isliē dēnō̃ hī yādgār bahut kāydē pramāṇ banē huē haĩ .

169One is your own effort and the other is to receive a special gift from the Father.

242Agar dilvālā bāp kō apnā nahī̃ banāyā tō achal key|kī bajāē halchal hōtī hai .

170So, the Year of Tapasya is a gift; a gift of easy experience.

243Kōī bhī chīj mē̃ halchal hōtī rahē tō vah ṭūṭ jāyēgī aur jō achal hōgī vō sadā kāyam rahēgī .

171Anyone can do as much as they want. 172It requires less effort, in name only, and you can have greater attainment.

244Tō sadaiv yē smr̥iti mē̃ rakhō ki ham dilvālā bāp kō dil dēnē vālī achal ātmāyē̃ haĩ .

173Even now, there is still some time; the year has not yet ended.

245Yē mērā yādgār hai - harēk anubhav karē .

174You can take whatever you want even now.

246Aisē nahī̃ - yē brahmā bāp kā yā mahārathiyō̃ kā hai .

175This is why, let the sun of success rise in the East.

247Nahī̃ , mērā yādgār hai .

176Are all of you always happy?

248Dēkhō ḍrāmānusār apnē yādgār sthān par hī pahũch gayē .

177Or, are you unhappy when something trivial happens?

249Nahī̃ tō pākistān sē ābū mē̃ ānā - yah tō svapn mē̃ bhī nahī̃ ā saktā thā .

178Does your happiness continue to increase? 179It doesn’t decrease, does it?

250Lēkin drama mē̃ yādgār yahī̃ thā tō kaisē pahũch gayē haĩ .

180Are you conquerors of Maya or does Maya show you her colours?

251Apnē hī yādgār kō dēkh harṣhit hōtē rahtē hō . 252Achal rahnā - kōī muśhkil bāt nahī̃ hai .

181No matter how many colours she shows, you are the lord of Maya; Maya is the creation and I am a master creator.

253Kōī bhī chīj kō hilātē rahō tō mēhnat bhī aur muśhkil bhī .

182So, watch the game, but do not be defeated in the game.

254Sīdhā rakh dō tō vah sahaj hai . 255Aisē hī man-buddhi dvārā halchal mē̃ ānā kitnā muśhkil hōtā hai aur man buddhi ēkāgr hō jātī hai tō kitnā sahaj hōtā hai .

183No matter how many games Maya shows you, just be an observer and watch everything of Maya as entertainment. 184Do not be defeated while watching it. 185Continue to observe it with detachment.

256Abhī halchal mē̃ ānā pasand hī nahī̃ karē̃gē . 257Achchhā nahī̃ lagēgā .

186Are all of you those who move forward in your tapasya and claim a gift?

258Ādhākalp halchal mē̃ ātē thak gayē .

187Is good service taking place?

259Tan key|kī bhī halchal , man key|kī bhī halchal , dhan key|kī bhī halchal . 260Tan sē bhī bhaṭaktē rahē .

188You are flying in your own efforts and also in service.

261Kabhī kis mandir mē̃ .

189All of you are first.

262Kabhī kis yātrā par , tō kabhī kis yātrā par aur man parēśhāniyō̃ mē̃ , halchal mē̃ ātē rahā aur dhan mē̃ tō dēkhō - kabhī lakhpati tō kabhī kakhpati . 263Tō anēk janmō̃ key|kī halchal kā anubhav hōnē K|kē kāraṇ abhī achal avasthā ati priya lagtī hai . 264Isīliē dūsrō̃ kē ūpar rahm ātā hai . 265Śhubh bhāvnā , śhubh kāmnā utpanna hōtī hai ki yē bhī achal hō jāyē .

190Always remain first; do not become second.

266Achal sthiti vālō̃ kā viśhēṣh guṇ hōgā - merciful . 267Sadā har ēk ātmā kē prati dātāpan key|kī bhāvnā .

191If you remain first, you will become part of the sun dynasty and if you come second, you will become part of the moon dynasty.

268Aisē master dātā banē hō ki dūsrē kō dēkhkar ghr̥iṇā ātī hai  ?

192Those who are in the first number will be conquerors of Maya.

269Rahm ātā hai , dayā bhāv ātā hai , dātāpan key|kī smr̥iti ātī hai  ?

193You have no problems, no questions, no weaknesses.

270Yā kyō̃ kyā utpanna hai  ? 271Āp sabkā viśhēṣh title hai - viśhva kalyāṇkārī . 272Jō viśhva kalyāṇkārī hai uskō her|har ātmā kē prati kalyāṇ key|kī bhāvnā hōgī . 273Uskē andar svataḥ hī kisī ātmā kē prati bhī ghr̥iṇā bhāv , dvēṣh bhāv , īrṣhyā bhāv yā glāni kā bhāv kabhī utpanna nahī̃ hōgā .

194First number means those who make fast effort.

274Iskō kahā jātā hai viśhva kalyāṇkārī ātmā .

195Those who are making fast effort cannot be at the back.

275Tō aisē hō  ? 276Yā kabhī-kabhī dūsrē bhāv bhī ā jātē haĩ  ?

196Always remember: a detached observer and the Father’s companion.

277Bas , sadā kalyāṇ kā bhāv hō .

197* * * O MS H A N T I * * *