बुधवार 11 दिसंबर 1991 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 111-12-91 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 11-12-91 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Satyatā key|kī sabhyatā hī real royalty hai
1Manners of reality (truth) are real royalty.
3Avyakt bāpdādā apnē real aur royal bachchō̃ prati bōlē ḥ
2Today, BapDada is seeing His elevated family, that is, He is seeing His royal family.
4Āj bāpdādā apnē śhrēṣhṭh parivār arthāt apnē royal family kō dēkh rahē haĩ . 5Sārē kalp mē̃ sabsē royal āp śhrēṣhṭh ātmāē̃ hī hō . 6Anādi ātmik svarūp mē̃ bhī sabsē śhrēṣhṭh royal ātmāyē̃ hō aur ādi svarūp dēv ātmāō̃ K|kē rūp mē̃ bhī royal rājya adhikārī royal family hō . 7Pūjya rūp mē̃ bhī āp dēv ātmāō̃ key|kī kitnī royalty sē pūjā hōtī rahtī hai aur kisī bhī anya dharm ātmā vā rājanītik ātmāō̃ key|kī aisī royal pūjā nahī̃ hōtī .
3Throughout the entire cycle, you elevated souls are the most royal souls.
8Tō tīnō̃ rūpō̃ mē̃ - anādi , ādi aur pūjya svarūp aisē royal aur kōī bhī nahī̃ haĩ . 9Kyōṅki āp ātmāō̃ key|kī purity key|kī hī royalty hai . 10Aisē sampūrṇ pavitra aur kōī bhī ātmā sārē kalp mē̃ na hī banī hai , na banēgī . 11Yah purity key|kī hī viśhēṣhtā hai .
4In your eternal form of the soul, you are the most elevated royal souls, and in your original form, in the form of the deity souls, you are also royal; the royal family who have a right to the royal kingdom.
12Isliē sirph dēv ātmāō̃ kē āgē hī yah mahimā gātē haĩ ki āp sampūrṇ nirvikārī hō , aur kisī bhī dharm ātmāō̃ key|kī mahimā mē̃ aisī mahimā nahī̃ gāī jātī hai . 13Sirph dēv ātmāō̃ K|kē śhrēṣhṭh kīrti arthāt śhrēṣhṭh pavitratā key|kī hī kīrtan hōtā hai . 14Aur kōī bhī dharm mē̃ kīrtan nahī̃ hōtā hai . 15Sājō̃ aur bājō̃ sē kīrtan kā rivāj dēv ātmāō̃ mē̃ hī hai vā saṅgamyug K|kē śhakti svarūp mē̃ hai .
5In your worshipworthy form, you deity souls are worshipped with so much royalty.
16Yah sampūrṇ pavitratā K|kē vidhi key|kī siddhi hai . 17Isliē āp jaisī rūhānī royalty aaur kisī ātmā key|kī nahī̃ hai .
6None of the souls of other religions or political leaders are worshipped in such a royal way.
18Tō check karō - aisē purity key|kī royalty kahā̃ tak āī hai ? 19Rūhānī royalty key|kī sabsē śhrēṣhṭh niśhānī hai - royalty arthāt reality arthāt satyatā .
7In all three forms the eternal, the original and the worshipworthy form – no one is as royal as you because you souls have the royalty of purity.
20Jaisē ātmā kā anādi svarūp sat hai . 21Sat arthāt avināśhī aur satya hai . 22Jaisē bāp key|kī mahimā viśhēṣh yahī gātē rahtē haĩ - satyam śhivam sundaram .
8Neither has there been nor will there be such a completely pure soul in the entire cycle. 9This is the speciality of purity.
23Satya hī śhiv hai vā god is truth ( G o d i s t r u t h ) kahā jātā hai . 24Tō bāp key|kī mahimā satya arthāt satyatā kī hai .
10This is why people only sing this praise in front of the deity souls: You are completely viceless.
25Aisē royalty arthāt reality - satyatā jarā bhī banāvṭī yā milā-vaṭī na hō .
11They do not sing this praise for the righteous souls of any other religion.
26Chāhē bōl mē̃ , chāhē karma mē̃ , chāhē sambandh-sampark mē̃ milāvaṭ yā banāvaṭ nahī̃ hō . 27Jiskō sādhāraṇ bhāṣhā mē̃ bāpdādā kahtē haĩ - sachchāī .
12People just sing praise of the elevated actions (kirti) of the deity souls, that is, they only praise their elevated purity.
28Royal ātmāō̃ key|kī vr̥itti , dr̥iṣhṭi bōl aur chalan sab ēk satya hōgī .
13There is no singing of praise (kirtan – singing devotional songs) in any other religion.
29Aisē nahī̃ ki vr̥itti mē̃ ēk bāt hō aur bōl mē̃ dūsrā banāvṭī bhāv hō . 30Iskō royalty vā reality nahī̃ kahā jātā hai .
14The system of the singing with the sound of music and instruments is just for the deity souls and the shaktis of the confluence age.
31Ājkal bāpdādā bachchō̃ key|kī līlā dēkhtē bhī haĩ aur suntē bhī haĩ .
15This is the attainment of the method of complete purity.
32Kaī bachchē bāt kō milānē aur banānē mē̃ bahut hōśhiyār haĩ . 33Kyōṅki dvāpar sē milāvaṭ aur banāvaṭ key|kī kathāyē̃ bahut sunī haĩ . 34Tō is brāhmaṇ jīvan mē̃ bhī vah saṅskār emerge kar lētē haĩ . 35Aisī achchhē rūp sē bāt banā lētē haĩ jō jhūṭh kō bilkul sampūrṇ satya banā dētē haĩ aur satya kō jhūṭh siddh kar dētē haĩ .
16This is why no other soul has such spiritual royalty as yours.
36Iskō kahā jātā hai - andar ēk , bāhar dūsrā .
17Check to what extent you have imbibed such royalty of purity.
37Tō kyā yah reality hai ? 38Royalty hai ? 39Nahī̃ hai nā . 40Tō aisē pavitratā key|kī royalty arthāt reality .
18The most elevated sign of spiritual royalty, that is, reality, is truth, just as the original form of the soul is truth.
41Yah royalty key|kī niśhānī hai .
19Truth means imperishable as well as truth.
42Agar yah niśhānī nahī̃ hai tō samjhō purity key|kī royalty nahī̃ āī hai vā percentage mē̃ āī hai , sampūrṇ nahī̃ hai .
20You especially sing the praise of the Father as the Truth, the Benefactor and the Most Beautiful One. 21It is said: Shiva is the Truth, God is Truth.
43Reality key|kī dūsrī niśhānī bāpdādā sadā sunātē rahtē haĩ - sach tō biṭhō nach .
22So the praise of the Father is the Truth, that of the truth. 23In the same way, royalty means reality.
44Sachchī ātmāyē̃ sadā khuśhī mē̃ nāchtī rahē̃gī .
24Truth is never made up or mixed up with anything.
45Kabhī khuśhī cum|kam , kabhī khuśhī jyādā , aisā nahī̃ hōgā . 46Din pratidin , her|har samay aur khuśhī baṛhtī rahēgī .
25Whether in words, actions or relationships and connections, there is nothing made up or mixed.
47Reality key|kī niśhānī hai - sadā khuśhī mē̃ nāchnā . 48Nain chain kahtē hō nā , rāyalṭī kā arth|earth bhī hai chit sē bhī aur nain chain sē bhī sadā harṣhit .
26In ordinary language, BapDada calls this honesty. ‘Royal souls’ means that their attitude, vision, words and activities will be true.
49Sirph bāhar sē harṣhitmukh nahī̃ , lēkin chitt mē̃ bhī harṣhit . 50Harṣhit chitt harṣhit mukh , dōnō̃ harṣhit hō̃ .
27It isn't that they would have one thing in their attitude and some other intention in their words.
51Kaī bār aisē bhī hōtā hai ki andar chitt mē̃ khuśhī nahī̃ hōtī lēkin bāharamukh mē̃ samay pramāṇ khuśhnumā ban karkē dikhātē haĩ . 52Iskō alp kāl kā harṣhitmukh kahē̃gē , lēkin harṣhit chitt , harṣhit mukh avināśhī hō . 53Tō pavitratā key|kī reality royalty arthāt avināśhī chitt aur mukh harṣhit hō̃ . 54Check karō - dūsrē kō check karnē nahī̃ lag jānā , apnē kō check karnā hai .
28That is not called the reality of royalty.
55Aisī royal ātmā bāpdādā kō aur sarv brāhmaṇ parivār kō ati pyārī hōtī hai .
29BapDada sees and hears the wonderful activities of the children nowadays.
56Real pyārī ātmā key|kī viśhēṣhtā kyā hōtī hai ?
30Many children are very clever in making up stories and mixing things.
57Kyōṅki ājkal K|kē rīti-rasam pramāṇ jō bahut pyārā lagtā hai tō pyārē K|kē taraph na chāhtē huē bhī ākārṣit hō jātē haĩ . 58Jiskō āp lōg apnī bhāṣhā mē̃ attachment kahtē hō . 59Kyōṅki pyārā hai tō attachment tō hōgī nā . 60Lēkin real aur royal pyār key|kī niśhānī hai - vō jitnā hī pyārā hōgā utnā hī nyārā bhī hōgā .
31Why?
61Isliē vah na svayã extra attachment mē̃ āyēgā , na dūsrā uskī attachment mē̃ āyēgā .
32Because they have heard many stories that have been made up and mixed up since the copper age.
62Iskō kahā jātā hai real pyār , sampūrṇ pyār .
33So they allow that sanskar to emerge even in their Brahmin life.
63Vah harṣhit rahēgā , ākārṣit bhī hōgā parantu had key|kī ākarṣhaṇ karnē vālā nahī̃ .
34They make up a story with such a beautiful form that they make something false completely true and they prove the truth to be false.
64Tō real aur royal key|kī niśhānī kyā huī ? 65Ati pyārā aur ati nyārā .
35This is called being one thing internally and something else externally.
66Royalty key|kī aur viśhēṣhtā hai us ātmā mē̃ kabhī kisī bhī prakār K|kē , chāhē sthūl , chāhē sūkṣhma , māṅgnē K|kē saṅskār nahī̃ hōṅgē . 67Kyōṅki royal ātmā sadā sampann bharpūr rahtī hai . 68Ēk bharpūrtā bāhar key|kī hōtī hai sthūl vastuō̃ sē , sthūl sādhanō̃ sē bharpūrtā . 69Aur dūsrī hōtī hai man key|kī bharpūrtā .
36So, would you call this royalty?
70Jō man sē bharpūr rahtā hai uskē pās|pass sthūl vastu yā sādhan nahī̃ bhī hō phir bhī man bharpūr hōnē K|kē kāraṇ vō kabhī apnē mē̃ kamī mahsūs nahī̃ karēgā . 71Nā mē̃ bhī hā̃ kā anubhav karēgā . 72Aur jiskā man bharpūr nahī̃ hōtā vah ātmā bāhar sē kitnī bhī vastu aur sādhan sē bharpūr hōtē bhī vah kabhī bhī apnē kō bharpūr nahī̃ samajhēgā . 73Aisī ātmā sadā ichchhā K|kē kāraṇ chāhiē chāhiē kā gīt gātī rahēgī .
37Is this reality?
74Her|har bāt mē̃ yē hōnā chāhiē , yē karnā chāhiē , yē milnā chāhiē , yē badalnā chāhiē … her|har samay yahī gīt gātē rahēgē̃ . 75Aur man sē bharpūr ātmā sadā yahī gīt gātī rahēgī sab pā liyā , prāpt hō gayā , yē hōnā chāhiē , yē karnā chāhiē , yē chāhiē chāhiē bhī royal māṅgnē K|kē saṅskār haĩ . 76Bēhad key|kī sēvā-prati sōchnā ki yē hōnā chāhiē , yē karnā chāhiē , vah alag bāt hai lēkin sva key|kī had K|kē prāpti arth|earth chāhiē chāhiē yē royal māṅgnā hai . 77Nām chāhiē , mān chāhiē , śhān chāhiē , pyār chāhiē , pūchhnā chāhiē - yē sab had key|kī bātē̃ haĩ .
38Is this royalty?
78Royal ātmā mē̃ māṅgnē kā aṅśh mātra bhī saṅskār nahī̃ hōtā hai .
39It is not. 40The royalty of such purity is reality.
79Samjhā - royalty kyā hōtī hai ?
41This is the sign of royalty.
80Tapasyā K|kē chart mē̃ yah sab check karnā , aisē nahī̃ , mainnē kisī kō gālī nahī̃ dī|the , krōdh nahī̃ kiyā , nahī̃ , yah sab bātē̃ check karnā . 81Phir prize lēnā .
42If you do not have this sign, then understand that you do not have the royalty of purity yet, or that you only have it to a certain percentage, not fully.
82Tapasyā kā arth|earth hī hai - sampūrṇ pavitra bannā . 83Tō pavitratā key|kī personality , pavitratā key|kī royalty kahô tak praikṭi-kal mē̃ rahī hai yah check karnā hai .
43The second sign of reality that BapDada constantly tells you about is that when there is truth, the soul continues to dance.
84Iskō kahē̃gē tapasvīrāj . 85Samjhā - royalty kyā hai ?
44True souls will constantly continue to dance in happiness.
86Royal ātmā kā chēhrā aur chalan dōnō̃ hī satyatā key|kī sabhyatā anubhav karāyēṅgē .
45Their happiness will not be less at some times and greater at other times.
87Vaisē bhī royal ātmāō̃ kō sabhyatā key|kī dēvī kahā jātā hai .
46Day by day, at every moment, their happiness continues to increase.
88Unkā bōlnā , dēkhnā , chalnā , khān-pīnā , uṭhnā-baiṭhnā , her|har karma mē̃ sabhyatā satyatā svataḥ hī dikhāī dēgī . 89Aisē nahī̃ ki maĩ tō satya kō siddh kar rahā hū̃ aur sabhyatā hō hī nahī̃ . 90Kaī bachchē kahtē haĩ vaisē krōdh nahī̃ ātā hai , lēkin kōī jhūṭh bōltā hai tō krōdh ā jātā hai . 91Usnē jhūṭh bōlā , āpnē krōdh sē bōlā tō dōnō̃ mē̃ right kaun ?
47The sign of reality is to constantly dance in happiness.
92Satyatā kō siddha karnē vālā sadā sabhyatā vālā hōgā . 93Kaī chaturāī kartē haĩ , kahē̃gē ham krōdh nahī̃ kartē haĩ , hamārā āvāj hī baṛā hai , āvāj hī aisā tēj hai . 94Science K|kē sādhanō̃ sē āvāj kō cum|kam aur jyādā kar saktē haĩ nā tō kyā silence K|kē power sē apnē āvāj key|kī gati kō dhīmī yā tēj nahī̃ kar saktē hō ? 95Issē tō yē tape record aur yē mike achchhā hai jō āvāj cum|kam jyādā tō kar saktē hō .
48You speak of the eyes and the features.
96Tō yē check karō ki satyatā kē sāth sabhyatā bhī hai ? 97Agar sabhyatā nahī̃ tō satyatā nahī̃ . 98Tō purity key|kī royalty sadā pratyakṣha rūp mē̃ dikhāī dē .
49So, then, the meaning of royalty is that you will be constantly cheerful in your heart and also in your features not just external cheerfulness, but cheerfulness even in your heart.
99Aisē nahī̃ , andar mē̃ tō royalty hai , bāhar dēkhnē mē̃ nahī̃ ātī .
50A cheerful heart and a cheerful face both should be cheerful.
100Agar andar hai tō bāhar mē̃ jarūr dikhāī dēgī . 101Satyatā key|kī royalty kō kōī chhipā nahī̃ saktā .
51It often happens that your heart is not cheerful, but at the time of having to be extroverted, you show a smiling face.
102Ismē̃ gupta nahī̃ rahnā hai . 103Kaī kahtē haĩ gupta puruṣhārthī haĩ isīliē gupta rahtē haĩ .
52This is called being cheerful temporarily, but you should have a permanently cheerful heart and a cheerful face.
104Lēkin jaisē sūrya kō kōī chhipā nahī̃ saktā , satyatā K|kē sūrya kō kōī chhipā nahī̃ saktā .
53The royalty and reality of purity means that the heart and face should both be cheerful eternally.
105Na kōī kāraṇ chhipā saktā hai , na kōī vyakti . 106Satya sadā hī satya hai .
54Check yourself; do not begin to check others, but check yourself.
107Satyatā key|kī śhakti sabsē mahān hai . 108Satyatā siddha karnē sē siddha nahī̃ hōtī .
55Such royal souls are much loved by BapDada and the entire Brahmin family.
109Satyatā key|kī śhakti kō svataḥhī siddha hōnē key|kī siddhi prāpt hōtī hai .
56What is the speciality of a really loved soul?
110Satyatā kō agar kōī siddha karnē chāhtā hai tō vah siddha jidda hō jātā hai . 111Isliē satyatā svayã hī siddha hōtī hī hai .
57According to the systems of today, you become attracted towards someone for whom you have a lot of love.
112Uskō siddha karnē key|kī āvaśhyaktā nahī̃ hai . 113Samjhā .
58In your language you call this attachment.
114Tapasyā varṣh mē̃ kyā dikhānā hai ? 115Purity key|kī personality aur royalty .
59Because you have love for that one there will be attachment, will there not?
116Achchhā ! 117Dēśh-vidēśh K|kē taraph sē sabhī bachchō̃ K|kē patra , yādpyār purūṣhārth K|kē , sēvā K|kē samāchār aur dil key|kī rūhrihān sab bāpdādā kē pās pahũch rahī hai , pahũch gaī hai .
60However, if someone is truly loved, the sign of such real and royal love is that the more love you have, the more detached you will be.
118Bāpdādā sabhī bachchō̃ kō nām sahit yād pyār dē rahē haĩ . 119Har ēk samajhē pahlē hamārī yād .
61Therefore, that one himself doesn't develop extra attachment and nor do others develop attachment for that one.
120Kyōṅki bāp-dādā yādpyār kā respond avyakt rūp sē tō usī ghaṛī dē hī dētē haĩ . 121Lēkin phir bhī sākār vidhi sē svayã bhī sākār mē̃ patra likhtē haĩ yā yādpyār bhējtē tō bāpdādā bhī sākār vidhi pramāṇ sākār rūp mē̃ bhī return yādpyār dē rahē haĩ . 122Bāpdādā jāntē haĩ ki chārō̃ ōr umaṅg-utsāh tapasyā kā aur mansā vibration dvārā sēvā kā , achchhā hai aur rahēgā . 123Abhī aur bhī āgē guṇ-rāzayukta
62This is known as real love, perfect love.
124Bātō̃ kō sāmnē rakh purūṣhārth kō , sēvā kō mahīn aur mahān banātē chalō .
63That soul will be cheerful and will also attract others, but will not attract others in a limited way.
125Sabhī bachchō̃ kō , jō sammukh baiṭhē haĩ vā ākār svarūp sē bāp K|kē sammukh haĩ , aisē sarv sammukh arthāt sadā sāth rahnē vālē nayanō̃ mē̃ , mukh mē̃ , man mē̃ sadā bachchō̃ K|kē bāp haĩ aur bāp K|kē bachchē haĩ . 126Aisē sadā yād mē̃ samāyē huē śhrēṣhṭh ātmāyē̃ , sadā purity K|kē reality aur royalty mē̃ rahnē vālī ātmāē̃ , sadā man sē sampann bhar-pūr rahnē vālī ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē . 127Party sē mulākāt 128Group -1 ḥ padmāpadma bhāgyavān ātmāyē̃ anubhav kartē hō !
64So, what is the sign of one who is real and royal?
129Itnā śhrēṣhṭh bhāgya sārē kalp mē̃ kisī bhī ātmā kā nahī̃ hai . 130Chāhē kitnē bhī nāmīgrāmī ātmāyē̃ hō̃ , lēkin āpkē bhāgya kē āgē unhō̃ kā bhāgya kyā hai ? 131Vah hai alpkāl kā bhāgya aur brāhmaṇ ātmāō̃ kā hai - avināśhī bhāgya . 132Sirph is ēk janm kā nahī̃ hai , janm-janm kā hai .
65Deep love and great detachment.
133Bāp kā bannā arthāt bhāgya kā varsā adhikār mē̃ milnā . 134Tō adhikār tō mil gayā nā . 135Bachchā arthāt adhikār , varsā .
66Another specialty of royalty is that that soul will not have the sanskar of asking for anything, whether physical or subtle.
136Adhikār kā naśhā hai ki utartā chaṛhtā hai ?
67Why is that? 68A royal soul is always complete, full.
137Ādhākalp tō nīchē hī utarē , abhī kyā karnā hai ? 138Chalnā hai , chaṛhnā hai yā uṛnā hai ? 139Uṛnē vālī chīj bīch mē̃ kabhī rūktī nahī̃ .
69One is to be full externally, full with physical things, full with physical facilities, and the other is to be full in the mind.
140Rūkēṅgē tō nīchē āyēṅgē . 141Thōṛē sē samay mē̃ bhī rūkēṅgē phir uṛē̃gē tō mañjil par kaisē pahũchēṅgē ? 142Isliē uṛtē rahō . 143Lēkin sadā uṛēgā kaun ?
70One who is full in the mind will never feel himself to be lacking anything, even if he is not full with physical things and facilities, because the mind is full.
144Jō halkā hōgā . 145Tō halkē hō nā ? 146Yā tan kā , man kā , sambandh kā bōjh hai ?
71Even if something is not there, he will experience it to be there.
147Agar bōjh nahī̃ hai tō rūktē kyō̃ haĩ ? 148Jō bōjh vālī chīj hai vō nīchē ātī hai aur jō halkī hōtī hai vah sadā ūpar rahtī hai . 149Āp sab tō double light hō nā ?
72But no matter how full a soul may be with physical things and facilities, if his mind is not full he will never consider himself to be full.
150Tō sadā apnē bhāgya kō smr̥iti mē̃ rakhnē sē bhāgya vidhātā bāp svataḥ hī yād āyēgā . 151Bhāgya vidhātā kō yād karnā arthāt bhāgya kō yād karnā aur bhāgya kō yād karnā arthāt bhāgya vidhātā kō yād karnā . 152Dōnō̃ kā sambandh hai . 153Kōī bhī ēk kō yād karō tō dōnō̃ yād ā jātē haĩ .
73Even though the soul has everything, he never considers himself to be full.
154Tō chaltē - phirtē vāh mērā śhrēṣhṭh bhāgya ! 155Jō saṅkalp mē̃ bhī na thā lēkin sākār svarūp mē̃ prāpt kar rahē haĩ . 156Itnā sahaj bhāgya aur prāpt kitnā sahaj hō gayā ! 157Kisī bhī mahān ātmā kē pās jātē haĩ tō had key|kī prāpti kē liē - chāhē bachchā chāhiē , chāhē dhan chāhiē , chāhē tan key|kī tandarūstī chāhiē , tō ēk prāpti kē liē bhī kitnī mēhnat karātē haĩ aur āpkō kyā karnā paṛā ?
74Such a soul constantly sings the song, “I want, I want”, because of desires.
158Mēhnat karnī paṛī ? 159Yā āṅkh khulī , tīsrā nētra khulā aur dēkhā bhāgya kā nazārā . 160Ghar baiṭhē parichay mil gayā .
75At all times, that soul sings the song, “This should happen, that should be done, that should be received, this should change.”
161Āp lōgō̃ kō ḍhūṇḍhnā nahī̃ paṛā . 162Kōī had K|kē khān sē bhī had kā khazānā lēnā hō tō kitnī bhāgdauṛ karnī paṛtī hai .
76That soul constantly sings these songs, whereas a soul who is full in the mind constantly sings the song, “I have found; I have attained.”
163Yē tō sahaj hī āpkō ghar baiṭhē hāth mē̃ mil gayā . 164Ēk bāp ēk parivār .
77To say, “this should happen”, “this should be done”, are the sanskars of royal asking.
165Anēktā khatm hō gaī aur sabhī ēk hō gayē .
78One is to think for the sake of unlimited service, where
166Apnā bāp , apnā parivār . 167Apnā lagtā hai nā .
79you think, "This should happen”, “this should be done".
168Chāhē kitnā bhī dūr hō lēkin snēh samīp lē ātā hai . 169Snēh nahī̃ tō sāth rahtē bhī dūr lagtā hai . 170Tō īśhvarīy snēh vālē parivār mē̃ ā gayē . 171Isliē sadā yād rakhō - ōhō mērā śhrēṣhṭh bhāgya !
80To think about wanting something for the unlimited, for the sake of service is a different matter, but to have the thought of wanting for a limited attainment of the self is royal asking.
172Bhāgya vidhātā dvārā śhrēṣhṭh bhāgya pā liyā . 173Jab bāp nē apnā banā liyā tō aur kyā chāhiē ? 174Achchhā ban gayē nā tō ichchhā khatm hō gaī .
81The desire for name, the desire for respect, the desire for honour, the desire for love, to want to be consulted; all these are limited matters.
175Achchhā nahī̃ bantē tō ichchhā rahtī . 176Ichchhāyē̃ sab sampann hō gaī .
82A royal soul does not even have a trace of the sanskar of asking.
177Bāp milā sab kuchh milā .
83Do you understand what royalty is?
178Tō tr̥ipt ātmā sadā rūhānī naśhē mē̃ rahtī hai .
84In your chart of tapasya, check all of this.
179Jō bharpūr ātmā hōtī hai tō uskē naśhē kō dēkhō - kahē , nahī̃ kahē , lēkin uskā naśhā svataḥ dikhāī paṛtā hai .
85Don't just check, “I did not insult anyone, I did not get angry”, but check all these things, and then claim the prize.
180Tō āpkā rūhānī naśhā kitnā baṛā hai ! 181Tō āp kyā yād rakhē̃gē !
86The meaning of tapasya is to become completely pure.
182Vāh mērā śhrēṣhṭh bhāgya . 183Yah yād rahēgā ki bāmbē jāyēṅgē tō bhūl jāyēgā ?
87Check to what extent your personality of purity and the royalty of purity is practical.
184Bāmbē mē̃ jitnā māyā kā force hai utnā āpmē̃ rūhānī force hai .
88Such souls are known as tapaswiraj (royal tapaswis). 89Do you understand what royalty is?
185Kahtē haĩ nā bāmbē māyā nagarī hai . 186Āp kyā kahē̃gē ? 187Hamārē liē bāp key|kī nagarī hai .
90Both the face and the activity of a royal soul will give the experience of the manners of truth.
188Achchhā . 189Group -2 ḥ apnē kō brāhmaṇ saṅsār kā samajhtē hō .
91In any case, royal souls are known as the goddesses of manners.
190Brāhmaṇ saṅsār hī hamārā saṅsār hai , bāp hī hamārā saṅsār hai - aisē anubhav kartē hō ki aur bhī kōī saṅsār hai . 191Bāp aur chhōṭā sā parivār yahī saṅsār hai .
92Their speaking, their walking, their eating and drinking, sitting and standing, their every action will automatically reveal the manners (sabhyata) and the truth (satyata).
192Jab aisā anubhav karē̃gē tab nyārē aur pyārē banē̃gē . 193Apnā saṅsār hī nyārā hai .
93It should not be that you prove the truth, and yet you do not have any manners.
194Apnī dr̥iṣhṭi - vr̥itti sab nyārī hai . 195Brāhmaṇō̃ key|kī vr̥itti mē̃ kyā rahtā hai ?
94Many children say, “I don't normally get angry, but when someone tells lies, I get angry.”
196Kisī kō bhī dēkhtē hō tō ātmik vr̥itti sē , ātmik dr̥iṣhṭi sē miltē hō . 197Jaisī dr̥iṣhṭi , vaisī sr̥iṣhṭi .
95Someone tells lies and you speak with anger; who is right out of the two?
198Agar vr̥itti aur dr̥iṣhṭi mē̃ ātmik dr̥iṣhṭi hai tō sr̥iṣhṭi kaisī lagēgī ?
96Those who prove the truth will always have manners.
199Ātmāō̃ key|kī sr̥iṣhṭi kitnī baṛhiyā hōgī ? 200Śharīr kō dēkhtē bhī ātmā kō dēkhē̃gē .
97Some are very clever and say: “I don't get angry, but my voice is loud, my voice is sharp.”
201Śharīr tō sādhan hai . 202Lēkin is sādhan mē̃ viśhēṣhtā ātmā kī hai nā .
98With the instruments of science, one can reduce or increase the sound.
203Ātmā nikal jātī hai tō śharīr K|kē sādhan key|kī kyā value hai !
99So can you not, with the power of silence, reduce or raise your sound?
204Ātmā nahī̃ hai tō dēkhnē sē bhī ḍar lagtā hai . 205Tō viśhēṣhtā tō ātmā kī hai .
100Your tape recorder and mike are better than you in that their sound can be reduced or increased.
206Pyārī bhī ātmā lagtī hai . 207Tō brāhmaṇō̃ K|kē saṅsār mē̃ svataḥ chaltē phirtē ātmik dr̥iṣhṭi , ātmik vr̥itti hai isliē kōī duḥkh kā nām - niśhān nahī̃ . 208Kyōṅki duḥkh hōtā hai śharīr bhān sē . 209Agar śharīr bhān kō bhūlkar ātmik svarūp mē̃ rahtē haĩ tō sadā sukh hī sukh hai .
101So check this.
210Sukhdāyī - sukhmay jīvan . 211Kyōṅki bāp kō kahtē hī haĩ - sukhdātā .
102Together with the truth, are there manners?
212Tō sukhdātā dvārā sarv sukhō̃ kā varsā mil gayā .
103If there aren't any manners, there is no truth.
213Mā̃ bāp kahā aur varsā milā . 214Tō sukh key|kī śhaiyā par sōnē vālē .
104The royalty of purity should be constantly visible externally.
215Chāhē sthūl mē̃ bistar par sōtē hō , lēkin man kis par sōtā hai ?
105It will not be that inside you have royalty and externally but it is not visible.
216Chaltē-phirtē kyā lagtā hai ? 217Sukh hī sukh hai .
106If it is inside, it would definitely be visible outside.
218Saṅsār hī sukhmay hai sukh hī sukh dikhāī dēgā nā .
107No one can hide the royalty of truth.
219Duḥkhdhām kō chhōṛ diyā .
108Do not remain incognito in this.
220Abhī bhī duḥkhdhām mē̃ rahtē hō yā kabhī-kabhī chakkar lagānē jātē hō ? 221Duḥkhdhām sē kinārā kar diyā .
109Some say that they remain incognito because they are incognito effortmakers.
222Saṅgam par ā gayē hai nā . 223Abhī saṅgamyugī hō yā kaliyugī hō ? 224Svapn mē̃ bhī duḥkhdhām mē̃ nahī̃ jā saktē . 225Nayā jīvan hai nā .
110However, just as no one can hide the sun, so no one can hide the sun of truth, nor can any reason or individual hide it.
226Yug bhī badal gayā , jīvan bhī badal gayā .
111The truth is always the truth.
227Abhī saṅgamyugī śhrēṣhṭh brāhmaṇ ātmāyē̃ haĩ - isī naśhē mē̃ sadā rahō .
112The power of truth is the greatest power of all.
228Sukhmay saṅsār mē̃ rahnē vālē sukh svarūp ātmāyē̃ .
113Truth cannot be proved by trying to prove it.
229Duḥkh tō 63 janm dēkh liyā . 230Abhī saṅgam par atīndriya sukh K|kē jhūlē mē̃ jhūlnē vālē haĩ .
114The power of truth automatically has the attainment of being proved.
231Yah bāhar kā sukh nahī̃ hai , atīndriya sukh hai .
115If anyone tries to prove truth, then that proof becomes stubbornness.
232Vināśhī sukh tō kaliyugī ātmāō̃ kō bhī hai . 233Lēkin āpkō atīndriya sukh hai .
116Therefore, truth is selfevident; there is no need to prove it.
234Agar indriyō̃ kā sukh hai tō indriyā̃ tō khud hī vināśhī haĩ tō sukh bhī vināśhī hōgā nā ? 235Kabhī bhī yē saṅkalp mē̃ nahī̃ ā saktā ki phalānē nē mujhē bahut duḥkh dē diyā . 236Phalānā bahut duḥkhī kartā hai yē saṅkalp bhī nahī̃ kar saktē . 237Agar kisī nē duḥkh diyā tō āpnē liyā kyō̃ ?
117Do you understand?
238Dēnē vālē nē diyā , aur āpnē nahī̃ liyā , tō kiskē pās|pass rahā ?
118What do you have to show in the Year of Tapasya?
239Āpkō tō nahī̃ milā nā , tō lētē kyō̃ hō ? 240Jō kahtē hō mērē kō bahut duḥkhī kiyā .
119The personality and the royalty of purity.
241Yē bahut duḥkh dēnē vālā hai - brāhmaṇō̃ K|kē yē bōl nahī̃ . 242Aisē bōl kabhī bōltē hō ? 243Mātāyē̃ kabhī bōltī hō - bahu nē bahut duḥkh diyā , taṅg kiyā . 244Bahu kahē - sāsu nē bahut duḥkh diyā , nanad nē bahut duḥkh diyā .
120Achcha.
245Aisē tō nahī̃ kahtī hō , bhāṣhā parivartan hō gaī hai . 246Lēnē vālē lē̃gē nahī̃ tō kahā̃ sē āpkē pās|pass āyā ? 247Bāpdādā nē kyā pakkā karāyā thā - na duḥkh dō , na duḥkh lō . 248Ham tō kiskō duḥkh dētē nahī̃ , yah adhūrā huā .
121The letters, the love and remembrance of effort, the service news and the spiritual conversations of the heart of all the children from this land and abroad have reached and are reaching BapDada.
249Duḥkh lētē bhī nahī̃ . 250Tō jab na dēgē , na lē̃gē , tab atīndriya sukh mē̃ rahē̃gē .
122BapDada gives love and remembrance to all the children personally by name.
251Dēnē vālā kōī kichṛā dēvē tō lē lēgē̃ ? 252Duḥkh achchhā hai yā burā ? 253Jab burī chīj hai tō lētē kyō̃ hō ? 254Vō dē dētā hai majbūrī sē isīliē lē lētē hō ?
123Each of you should think that you have been remembered first, because BapDada gives the response of love and remembrance in the avyakt form at that same moment.
255Agar kōī kichṛā phēṅk kar bhī jāyē tō āp kyā karē̃gē ? 256Phēṅk dēgē yā rakh dēgē , jamā karkē ?
124However, with the corporeal method, you yourself write a letter in the corporeal, that is, you send love and remembrance.
257Agar jabardastī kōī dē bhī dētā hai tō khatm kar dō , rakhtē kyō̃ hō , dhāraṇ kyō̃ kartē hō ? 258Brāhmaṇ arthāt sadā sukhī ?
125This is why BapDada gives love and remembrance in return through the corporeal method.
259Sadā sukh dēnē vālē . 260Brāhmaṇō̃ kā kām hai - sukh dēnā aur sukh lēnā . 261Tō sadā sukh K|kē jhūlē mē̃ jhūltē rahō . 262Bāp kahtē haĩ - sadā bāp kē sāth jhulē mē̃ jhūltē rahō .
126BapDada knows that there is and there will be very good zeal and enthusiasm everywhere for tapasya and service through vibrations of the mind.
263Yahī bhakti kā phal hai . 264Sadā royal family vālē hō nā . 265Royal family vālē sadā galīchō̃ mē̃ chaltē , miṭṭī mē̃ nahī̃ . 266Tō jhūlē mē̃ jhūlō .
127Now, keep even deeper aspects filled with significance in front of you, and continue to make your efforts and service deeper and greater.
267Nīchē ānā arthāt miṭṭī mē̃ ānā . 268Yah dēh bhī miṭṭī hai nā . 269Tō dēh bhān mē̃ nīchē ānā arthāt miṭṭī mē̃ pāṅw rakhnā . 270Tō jab galatī|galtī sē bhī miṭṭī mē̃ pāṅw rakhtē hō us samay apnē sē pūchhō ki ham royal bāp K|kē bachchē aur miṭṭī mē̃ pāṅw kaisē rakhā ?
128All the children who are personally sitting in front of Baba now, or who are in front of the Father in the subtle form, all such children who are always in front of BapDada, that is, who are constantly with the Father, remain in His eyes, on His lips and in His mind, and the Father remains in their eyes, on their lips and in their mind.
271Mā̃ bāp K|kē jō lāḍlē bachchē hōtē haĩ tō kōśhiśh kartē haĩ sadā gōdī mē̃ khēltā rahē . 272Nīchē nahī̃ rakhē̃gē . 273Tō āp bhī lāḍlē hō . 274Jab bāp nē itnā sikīladhā lāḍlā banā diyā tō lāḍlē hōkar chalō nā , sādhāraṇ nahī̃ banō .
129To such elevated souls who are merged in remembrance, to the souls who constantly remain in the reality and royalty of purity, to the souls who always remain full and complete in their mind, BapDada's love, remembrance and namaste.
275Achchhā .
130* * * O MS H A N T I * * *