बुधवार 18 दिसंबर 1991 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 118-12-91 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 18-12-91 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Her|har karma mē̃ honesty kā prayōg karnā hī tapasyā hai
1Tapasya is to experiment1 with honesty in every action.
3Avyakt bāpdādā apnē honest bachchō̃ prati bōlē ḥ 4Āj bāpdādā chārō̃ ōr K|kē sarv tapasvī kumār aur tapasvī kumāriyō̃ mē̃ tapasyā key|kī viśhēṣh niśhānī dēkh rahē haĩ .
2Today, BapDada is seeing the special signs of tapasya in all the tapaswi kumars and tapaswi kumaris from everywhere.
5Tapasvī ātmā key|kī viśhēṣhatāyē̃ pahlē bhī sunāī hai .
3You have been told before about the specialities of tapaswi souls.
6Āj aur viśhēṣhtā sunā rahē haĩ .
4Today, BapDada is mentioning another speciality.
7Tapasvī ātmā arthāt sadā honest ātmā .
5Tapaswi souls means constantly honest souls.
8Honesty hī tapasvī key|kī viśhēṣhtā hai .
6Honesty is the speciality of a tapaswi.
9Honest ātmā arthāt her|har karma mē̃ , śhrīmat mē̃ chalnē mē̃ honest hōgī .
7An honest soul means a soul who is honest in following shrimat in every action.
10Honest arthāt vaphādār aur imāndār . 11Śhrīmat par chalnē K|kē honest arthāt vaphādār .
8Honest means faithful and honest; honest in following shrimat, that is, faithful.
12Honest ātmā svataḥ hī her|har kadam śhrīmat K|kē iśhārē pramāṇ uṭhātī hai . 13Unkā her|har kadam automatic śhrīmat K|kē iśhārē par hī chaltā hai . 14Jaisē science key|kī śhakti dvārā kaī chījē̃ iśhārē sē automatic chaltī haĩ , chalānā nahī̃ paṛtā , chāhē light dvārā , chāhē vibration dvārā switch on kiyā aur chaltā rahtā hai . 15Lēkin science key|kī śhakti vināśhī hōnē K|kē kāraṇ alpkāl kē liē chaltī hai .
9Honest souls automatically take every step according to the signals of shrimat.
16Avināśhī bāp K|kē silence key|kī śhakti dvārā is brāhmaṇ jīvan mē̃ sadā aur svataḥ hī sahaj chaltē rahtē haĩ . 17Brāhmaṇ janm miltē hī divya buddhi mē̃ bāpdādā nē śhrīmat bhar dī .
10Their every step automatically follows the signals of shrimat, just as many things automatically function through signals with the power of science.
18Honest ātmā usī śhrīmat K|kē iśhārē sē natural sahaj chaltī rahtī hai . 19Tō honest key|kī pahlī niśhānī - her|har second her|har kadam śhrīmat par accurate chalnā .
11You do not have to make them function, but with the power of science, whether through electricity or vibrations, as soon as you switch them on they begin to function.
20Chaltē sabhī haĩ lēkin chalnē mē̃ bhī anēk prakār key|kī bhinnatā hō jātī hai . 21Kōī sahaj aur tīvragati sē chaltē haĩ .
12However, because the power of science is perishable, they only function for a temporary period.
22Kyōṅki us ātmā kō śhrīmat spaṣhṭ sadā smr̥iti mē̃ rahnē K|kē kāraṇ samarth hai . 23Yah hai number one honesty .
13Through the power of silence from the eternal Father, you constantly continue to move forward easily and automatically in this Brahmin life.
24Number one ātmā kō sōchnā nahī̃ paṛtā ki yah śhrīmat hai yā nahī̃ , yah right hai yā wrong hai , kyōṅki spaṣhṭ hai .
14As soon as you received your Brahmin birth, BapDada filled your divine intellect with shrimat.
25Dūsrī ātmāō̃ kō spaṣhṭ na hōnē K|kē kāraṇ kaī bār sōchnā paṛtā hai .
15An honest soul means one who naturally and easily continues to follow the signals of shrimat.
26Isliē tīvr gati sē madhyam gati hō jātī hai . 27Sāth-sāth kōī sōchtā hai , kōī thaktā hai .
16So, the first sign of being honest is to follow shrimat accurately at every step, at every second.
28Chaltē sabhī haĩ lēkin sōchnē aur thaknē vālē second number hō jātē haĩ .
17All of you move, but there are many types of difference in your way of moving.
29Thaktē kyō̃ haĩ ?
18Some move easily at a fast speed.
30Chaltē-chaltē śhrīmat K|kē iśhārō̃ mē̃ manmat parmat mix kar dētē haĩ , isliē spaṣhṭ aur sīdhē rāstē sē bhaṭak ṭēṛhē bāṅkē rāstē mē̃ chalē jātē haĩ . 31Result mē̃ phir bhī vāpas lauṭnā hī paṛtā hai . 32Kyōṅki mañzil kā rāstā ēk hī spaṣhṭ sīdhā aur sahaj hai . 33Sīdhē kō ṭeṛhā banā dētē haĩ .
19Why?
34Tō āp sōchō ṭeṛhā chalnē vālā kahā̃ tak chalēgā , kis speed sē chalēgā ? 35Aur pariṇām kyā hōgā ? 36Thaknā aur nirāśh hōkar lauṭnā .
20Those souls constantly and clearly have shrimat in their intellect and therefore they are powerful.
37Isliē second number hō jātā hai .
21This is the number one honesty.
38Anēk second ganvāyā , anēk śhvāṅs ganvāyā , sarv śhaktiyā̃ ganvāī , isliē second number hō gayā .
22Number one souls do not have to think, “Is this shrimat or not?
39Sirph ismē̃ nahī̃ khuśh hō jānā ki ham tō chal rahē haĩ .
23Is this right or wrong?” because it is clear to them.
40Lēkin apnī chāl aur gati dōnō̃ kō check karō . 41Tō samjhā , honesty kiskō kahā jātā hai ?
24Other souls have to think many times because it is not so clear to them.
42Honest ātmā key|kī aur niśhānī hai - vah kabhī kisī bhī khazānē kō west|waste nahī̃ karēgā . 43Sirph sthūl dhan vā khazānē key|kī bāt nahī̃ hai lēkin aur bhī anēk khazānē āpkō milē haĩ . 44Honest saṅgamyug K|kē samay K|kē khazānē kō ēk second bhī west|waste nahī̃ karēgā . 45Kyōṅki saṅgamyug kā ēk second , varṣh sē bhī jyādā hai .
25This is why from a fast speed they slow down to a mediocre speed.
46Jaisē garīb ātmā kā sthūl dhan āṭh ānā āṭh sau K|kē barābar hai .
26As well as that, some think too much and some get tired.
47Kyōṅki āṭh ānē mē̃ sachchē dil key|kī bhāvnā āṭh sau sē jyādā hai . 48Aisē saṅgamyug kā samay ēk second itnā baṛā hai .
27All of you are moving, but those who think and those who get tired claim the second number.
49Kyōṅki ēk second mē̃ padmō̃ jitnā jamā hōtā hai . 50Second ganvāyā arthāt padmō̃ jitnī kamāī kā samay ganvāyā . 51Aisē hī saṅkalp kā khazānā , gyān dhan kā khazānā , sarv śhaktiyō̃ , sarv guṇō̃ kā khazānā west|waste nahī̃ karē̃gē . 52Agar sarv śhaktiyō̃ , sarv guṇō̃ va gyān kō sv-prati vā sēvā-prati kām mē̃ nahī̃ lagāyā tō iskō bhī west|waste kahā jāyēgā .
28Why do you get tired?
53Dātā nē diyā aur lēnē vālē nē dhāraṇ nahī̃ kiyā , tō west|waste huā nā !
29While moving along, you mix the dictates of your own mind and the dictates of others with shrimat.
54Jō honest hōtā hai vah sirph dhan kō prāpt kar rakh nahī̃ dētā .
30This is why you wander away from the straight and clear path onto a crooked path.
55Honest key|kī niśhānī hai khazānē kō baṛhānā . 56Baṛhānē kā sādhan hī hai kārya mē̃ lagānā .
31As a result, you have to turn back, because the path to the destination is a direct, clear path; it is an easy path.
57Agar jñān-dhan kō bhī samay pramāṇ sarv ātmāō̃ kē prati yā sva key|kī unnati kē prati use nahī̃ kartē hō tō khazānā kabhī bhī baṛhēgā nahī̃ . 58Honest manager yā director uskō hī kahā jātā hai jō kōī bhī kārya mē̃ prôphiṭ karkē dikhāyē . 59Pragati karkē dikhāyē . 60Aisē hī saṅkalp K|kē khazānē kō , guṇō̃ kō , śhaktiyō̃ kō kārya mē̃ lagākar prôphiṭ karnē vālē haĩ yā west|waste karnē vālē haĩ ?
32You make crooked that which is straight.
61Honest key|kī niśhānī hai - west|waste nahī̃ karnā , prôphiṭ karnā . 62Apnā tan , man aur sthūl dhan - yah tīnō̃ hī bāp kā diyā huā khazānā hai . 63Āp sabnē tan , man , dhan vā vastu , jō bhī thī vō arpaṇ kar dī . 64Saṅkalp kiyā ki sab kuchh tērā , aisā nahī̃ thōṛā dhan mērā thōṛā bāp kā , thōṛā dhan kinārē rakhē̃ , jēb kharcha rakhā hai , thōṛā-thōṛā āīvēl kē liē kinārē karkē rakhā hai .
33So, just think about it!
65Āivēl kē liē kinārē kar rakhnā yah samajhdārī hai .
34How far would those who follow the crooked path be able to go?
66Jitnā hī mērā hōgā utnā hī jahā̃ mērā-mērā hōtā vahā̃ bahut bātē̃ hērāphērī hōtī haĩ . 67Kyōṅki uskō chhipānā paṛtā hai nā ! 68Bhakti mārg vālē bhī samajhtē haĩ - yē mērē mērē kā phērā hai . 69Isliē jab sab kuchh tērā kah diyā tō kōī bhī tan , man yā dhan , vāstu , sirph dhan nahī̃ lēkin vastu bhī dhan hai .
35At what speed would they move?
70Vastu bantī kissē hai ?
36What would the result be?
71Dhan sē hī bantī hai nā , tō kōī bhī vastu , kōī bhī sthūl dhan , kōī bhī man sē saṅkalp aur tan sē vyarth karma karnā yā vyarth samay ganvānā tan dvārā , yah bhī west|waste mē̃ ginā jāyēgā . 72Tō honest tan kō bhī vyarth K|kē taraph nahī̃ lagātē . 73Saṅkalp kō bhī west|waste mē̃ nahī̃ lagātē . 74Jahā̃ bhī rahtē hō , chāhē pravr̥itti vālē haĩ , chāhē centre vālē haĩ , chāhē madhuban vālē haĩ , sabkā tan-man-dhan bāp kā hai vā pravr̥itti vālē samajhtē haĩ ki ham samarpaṇ tō hai nahī̃ tō mērā hī hai .
37They would get tired and turn back disheartened.
75Nahī̃ . 76Yah tō bāp key|kī amānat hai .
38Therefore, they become the second number.
77Tō honesty arthāt amānat mē̃ kabhī bhī khyānat nahī̃ karē̃ . 78West|waste karnā arthāt amā-nat mē̃ khyānat karnā .
39They lost many seconds, they lost a lot of breath, they lost all the powers and this is why they became the second number.
79Honest key|kī niśhānī vah amānat mē̃ kabhī bhī khyānat kar nahī̃ saktā .
40Do not become happy that you are moving along anyway, but check both your way of moving and your speed.
80Chhōṭī see|sī|C vastu kō bhī west|waste nahī̃ karēgā . 81Kaī bār apnē buddhi K|kē albēlēpan K|kē kāraṇ vā śharīr dvārā kārya mē̃ albēlēpan K|kē kāraṇ chhōṭī-chhōṭī vastu west|waste bhī hō jātī hai . 82Phir yah sōchtē haĩ ki mainnē yah jānabūjh kar nahī̃ kiyā , tō hō gayā arthāt albēlāpan . 83Chāhē buddhi kā hō , chāhē śharīr K|kē mēhnat kā albēlāpan hō , dōnō̃ prakār kā albēlāpan west|waste kar dētā hai .
41So, do you understand what honesty is?
84Tō west|waste nahī̃ karnā hai . 85Ēk sē das gunā baṛhānā hai , na ki west|waste karnā hai .
42Another sign of an honest soul is that they will never waste any of the treasures.
86Jiskō bāpdādā sadā ēk salōgan mē̃ kahtē haĩ - cum|kam kharchā bālā naśhīn . 87Yē hai baṛhānā aur vō hai ganvānā .
43It is not just a question of physical wealth or treasures, but you have also received many other treasures.
88Honest arthāt tan man aur dhan kō sadā saphal karnē vālā . 89Yah hai honest ātmā key|kī niśhānī . 90Tō tapasvī arthāt yah sab honesty key|kī viśhēṣhatāyē̃ her|har karma mē̃ prayōg mē̃ āvē . 91Aisē nahī̃ ki samāyā huā tō sab haĩ , jāntē bhī sab haĩ .
44Honest souls will not waste the treasures of the confluence age for even a second, because each second of the confluence age is greater than a year, just as 8 annas of physical money of a poor person is equal to 800. Why?
92Lēkin nahī̃ , tapasyā , yōg kā arth|earth hī hai prayōg mē̃ lānā . 93Agar in viśhēṣhatāō̃ kō prayōg mē̃ nahī̃ lātē tō prayōgī nahī̃ , tō yōgī bhī nahī̃ . 94Yah sab khazānē bāpdādā nē prayōg karnē kē liē diyē haĩ .
45Because the love of an honest heart with which the 8 annas are filled is greater than 800. In the same way, each second of the confluence age is so valuable because you can accumulate multimillions in each second.
95Aur jitnā prayōgī banē̃gē , tō prayōgī key|kī niśhānī hai pragati . 96Agar pragati nahī̃ hōtī hai tō prayōgī nahī̃ .
46To lose a second means to lose the time in which you earn an income worth multimillions.
97Kaī ātmāyē̃ aisē apnē andar samajhtī bhī haĩ ki na āgē baṛh rahē haĩ , na pīchhē haṭ rahē haĩ . 98Jaisē haĩ , vaisē hī haĩ .
47Similarly, they will not waste the treasure of thoughts, the treasure of the wealth of knowledge, the treasure of all the powers and all the virtues.
99Aur kaī aisē bhī kahtē haĩ ki śhurū mē̃ bahut achchhē thē , bahut naśhā thā abhī naśhā kam hō gayā hai . 100Tō pragati huī yā kyā huā ? 101Uṛtī kalā huī yā ṭhahartī kalā huī tō prayōgī banō .
48If you do not use all the powers, all the virtues and the knowledge in a task, if you do not use them for others and for service then that, too, is called a waste.
102Honesty kā arth|earth hī hai pragati karnē vālā prayōgī . 103Aisē prayōgī banē hō yā andar samākar rakhtē hō - khazānā andar hī rahē ? 104Aisē honest hō ?
49If the Bestower gives, but those who are to receive do not imbibe it, that would be called wasteful, would it not?
105Jō honest hōtā hai uskē ūpar bāp kā , parivār kā svataḥ hī dil kā pyār aur viśhvās hōtā hai . 106Viśhvās K|kē kāraṇ full adhi-kār uskō dē dētē haĩ . 107Honest ātmā kō svataḥ hī bāp kā vā parivār kā pyār anubhav hōgā . 108Baṛō̃ kā , chāhē chhōṭō̃ kā , chāhē samān vālō̃ kā , viśhvāspātra anubhav hōgā .
50Those who are honest do not just keep aside the wealth they attain.
109Aisē pyār K|kē pātr vā viśhvās K|kē pātr kahā̃ tak banē haĩ ? 110Yah bhī check karō .
51The sign of an honest soul is that he increases the treasures.
111Aisē chalāō nahī̃ ki iskē kāraṇ mērē mē̃ viśhvās nahī̃ hai , tō maĩ viśhvāspātra kaisē banū̃ , apnē kō pātr banāō . 112Kaī bār aisē kahtē haĩ ki mai tō achchhā hū̃ lēkin mērē mē̃ viśhvās nahī̃ hai . 113Phir uskē kāraṇ lambē chauṛē sunātē haĩ . 114Vah tō anēk kāraṇ batātē bhī haĩ aur kaī kāraṇ bantē bhī haĩ .
52The way to increase something is to use it for a task.
115Lēkin honesty dil key|kī , dimāg key|kī bhī honesty chāhiē . 116Nahī̃ tō dimāg sē nīchē ūpar bahut kartē haĩ . 117Tō dil key|kī bhī honesty dimāg key|kī bhī honesty .
53If you do not use the wealth of knowledge for other souls and for your own progress according to the time, then those treasures will never increase.
118Agar sab prakār key|kī honesty hai tō honesty aviśvās vālē kō āj nahī̃ tō kal viśhvās mē̃ lā|law hī lēgī . 119Jaisē kahāvat hai satya key|kī nānv ḍūbtī nahī̃ hai lēkin ḍagmag hōtī hai . 120Tō viśhvās key|kī nānv satyatā hai , honesty hai tō ḍagmag hōgī lēkin aviśvāsapātra bannā arthāt ḍūbēgī nahī̃ . 121Isliē satyatā key|kī himmat sē viśhvāspātra ban saktē hō .
54An honest manager or director is one who shows profit and a progress in any task.
122Pahlē sunāyā thā nā ki satya kō siddha nahī̃ kiyā jātā hai . 123Satya svayã mē̃ hī siddha hai . 124Siddha nahī̃ karō lēkin siddhi svarūp ban jāō .
55So, in the same way, are you those who make a profit by using the treasures of thoughts, powers and virtues for a task, or are you those who waste them?
125Tō samay K|kē gati K|kē pramāṇ abhī tapasyā K|kē kadam kō sahaj aur tīvr gati sē āgē baṛhāō .
56The sign of an honest soul is one who does not waste anything, but one who makes a profit.
126Samjhā - tapasyā varṣh mē̃ kyā karnā hai ? 127Abhī bhī kuchh samay tō paṛā hai .
57Your body, mind and physical wealth are treasures given to you by the Father.
128In sab vidhiyō̃ kō svayã mē̃ dhāraṇ kar siddhi svarūp banō . 129Achchhā -
58All of you have surrendered all that you had: physical things, your body, mind and wealth.
130Sarv honest ātmāō̃ kō , sadā sarv khazānō̃ kō kārya mē̃ lātē āgē baṛhānē vālī ātmāō̃ kō , sadā tan-man-dhan kō yathārth vidhi sē kārya mē̃ lagānē vālī ātmāō̃ kō , sadā apnē kō viśhvās aur pyār K|kē pātr banānē vālī ātmāō̃ kō , sadā west|waste kō best mē̃ parivartan karnē vālī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , dēśh-vidēśh mē̃ dūr baiṭhē huē bhī samīp sammukh baiṭhī huī ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē . 131Party sē mulākāt 132Group number 1 - apnē kō sadā master sarvśhaktivān śhrēṣhṭh ātmāyē̃ haĩ anubhav kartē hō ? 133Kyōṅki sarvśhaktiyā̃ bāp kā khazānā hai aur khazānā bachchō̃ kā adhikār hai , birth right hai .
59You had the thought: Everything is Yours.
134Tō birth right kō kārya mē̃ lānā - yah tō bachchō̃ kā karttavya hai . 135Aur khazānā hōtā hī kisliē hai ? 136Āpkē pās|pass sthūl khazānā bhī hai , tō kisliē hai ?
60It is not that you only surrender half of it, that you put a little of your wealth aside and give the rest of it to the Father, that you keep a little for pocketmoney, that you have put some aside for a time of need.
137Kharcha karnē kē liē , ki bank mē̃ rakhnē kē liē ?
61To put something aside for a time of need is to be sensible.
138Bank mē̃ bhī isīliē rakhtē haĩ ki aisē samay par kārya mē̃ lagā sakē̃ . 139Kām mē̃ lagānē kā hī lakṣhya hōtā hai nā .
62To the extent that there is the consciousness of 'mine', accordingly, there is a lot of twisting around in many things because you have to hide that.
140Tō sarvśhaktiyā̃ bhī janm siddha adhikār haĩ nā . 141Jis chīj par adhikār hōtā hai tō uskō snēh K|kē sambandh sē , adhikār sē chalātē haĩ .
63Those on the path of devotion also understand that this is the twist created through the consciousness of 'mine'.
142Ēk adhikār hōtā hai order karnā aur dūsrā hōtā hai snēh kā . 143Adhikār vālē kō tō jaisē bhī chalāō vaisē vah chalēgā . 144Sarvśhaktiyā̃ adhikār mē̃ hōnī chāhiē̃ .
64Therefore, when you have said, “Everything is Yours” it is not simply the body, but also the mind, wealth and objects; not just wealth but objects are also wealth.
145Aisē nahī̃ - chār hai dō nahī̃ hai , sāt hai ēk nahī̃ hai .
65Where do objects come from? 66They come through wealth, do they not?
146Agar ēk bhī śhakti cum|kam hai tō samay par dhōkhā mil jāyēgā . 147Sarv śhaktiyā̃ adhikār mē̃ hōṅgī tabhī vijayī ban number one mē̃ ā sakē̃gē . 148Tō check karō sarv śhaktiyā̃ kahā̃ tak adhikār mē̃ chaltī haĩ .
67Therefore, to waste any object, any physical wealth, to have wasteful thoughts in the mind, to perform wasteful actions through the body, and to waste time through the body are also counted as a waste.
149Her|har śhakti samay par kām mē̃ ātī hai yā ādhā second kē bād kārya mē̃ ātī hai .
68One who is honest does not use his body in a wasteful way, for anything wasteful.
150Second kē bād bhī huā tō second mē̃ fail tō kahē̃gē nā .
69He does not even use his thoughts for anything wasteful.
151Agar paper mē̃ final marks mē̃ dō mark bhī cum|kam hai tō fail kahē̃gē nā . 152Tō fail vālā full tō nahī̃ huā nā ?
70Wherever you live, whether in a household, in a centre, or in Madhuban, everyone's mind, body and wealth belong to the Father.
153Tō her|har paristhiti mē̃ adhikār sē śhakti sē use karō , her|har guṇ kō use karō .
71Or, do those who live in a household think that they are not surrendered, and so everything is theirs?
154Jis paristhiti mē̃ dhairyatā chāhiē tō dhairyatā K|kē guṇ kō use karō .
72No, everything has been given to you in trust by the Father to look after.
155Aisā nahī̃ thōṛā sā dhairya kam hō gayā . 156Nahī̃ .
73Honesty means never to misuse anything given to you in trust.
157Agar kōī duśhman war|vār kartā hai aur ēk second bhī kōī pīchhē hō gayā tō vijay kiskī huī ?
74To waste something means to misuse that which is given to you in trust.
158Isīliē yē dōnō̃ checking karō . 159Aisē nahī̃ sarvśhaktiyā̃ tō haĩ lēkin samay par use nahī̃ kar saktē .
75So the sign of an honest soul is that that soul will not misuse anything given in trust.
160Kōī baṛhiyā chīj dē aur uskō kārya mē̃ lagānē nahī̃ āyē tō uskē liē vah baṛhiyā chīj bhī kyā hōgī ? 161Kām key|kī tō nahī̃ rahī nā . 162Tō sarvśhaktiyā̃ use karnē kā bahutkāl kā abhyās chāhiē .
76You will not waste even a small object. 77Many times, because of the carelessness of your intellect or because of carelessness in performing actions through the body, even small objects are wasted.
163Yadi bahutkāl sē kōī bachchā āpkī āgyā par nahī̃ chaltā tō samay par kyā karēgā ?
78Then you think, “I didn't do it on purpose, it just happened.”
164Dhōkhā hī dēgā nā . 165Tō yah sarvśhaktiyā̃ bhī āpkī rachnā hai .
79Just to let it happen means carelessness.
166Rachnā kō bahut kāl sē kārya mē̃ lagānē kā abhyās karō . 167Her|har paristhiti sē anubhavī tō hō gayē nā .
80Whether it is the carelessness of the intellect, or of labour through the body, both types of carelessness create a waste.
168Anubhavī kabhī dubārā dhōkhā nahī̃ khātē .
81So, do not waste anything.
169Tō her|har samay smr̥iti sē tīvr gati sē āgē baṛhtē chalō .
82From one, let there be a tenfold increase, not that there should be a waste.
170Sabhī tapasyā key|kī race mē̃ achchhī tarah sē chal rahē hō nā . 171Sabhī prize lē̃gē nā .
83BapDada always refers to this with the one slogan: "Less expenditure, greater glorification".
172Sadā khuśhī khuśhī sē sahaj uṛtē chalō .
84This means to increase and the other means to lose.
173Muśhkil hai nahī̃ , muśhkil banāō nahī̃ . 174Kamzōrī muśhkil banātī hai .
85An honest soul means one who constantly uses the mind, body and wealth in a worthwhile way.
175Sadā muśhkil kō sahaj kartē uṛtē rahō .
86This is the sign of an honest soul.
176Achchhā . 177Group nã . 3 - sabhī apnē kō svadarśhan chakradhārī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ anubhav kartē hō ?
87A tapaswi means one who experiments with all these specialities of honesty in every action.
178Sirph sva kā darśhan kiyā tō sr̥iṣhṭi chakra kā svataḥ hī hō jāyēgā .
88It should not be that you say, “Everything is merged and I know everything.”
179Ātmā kō jānā tō ātmā K|kē chakra kō sahaj hī jān gayē .
89No; the meaning of tapasya and yoga is to use it for experimentation.
180Vaisē tō 5000 varṣh kā vistār hai . 181Lēkin āp sabkē buddhi mē̃ vistār kā sār ā gayā . 182Sār kyā hai ?
90If you do not use these specialities in your experimentation, then neither are you those who experiment (prayogi) nor are you yogis.
183Kal aur āj - kal kyā thē , āj kyā hai aur kal kyā banē̃gē .
91BapDada has given you all of these treasures for you to experiment with.
184Ismē̃ sārā chakra ā gayā nā . 185Kal aur āj kā antar dēkhō kitnā baṛā hai !
92The more you become those who experiment, the more progress will be seen in those who experiment.
186Kal kahā̃ thē aur āj kahā̃ haĩ , rāt aur din kā antar hai .
93If there isn't progress, you are not those who experiment.
187Tō jab vistār kā sār ā gayā tō sār kō yād karnā sahaj hōtā hai nā .
94Many souls feel internally that they are neither moving forwards nor backwards.
188Kal aur āj kā antar dēkhtē kitnī khuśhī hōtī hai ! 189Bēhad key|kī khuśhī hai ? 190Aisē nahī̃ āj thōṛī khuśhī kam hō gaī , thōṛā sā udās hō gayē .
95They are as they have always been. 96Many also say that they were very good in the beginning, and that they had a lot of intoxication, but that the intoxication has now decreased.
191Udās kaun hōtā hai ? 192Jō māyā kā dās bantā hai .
97Is that progress or is that something else?
193Kyā karē̃ , kaisē karē̃ , yē question ānā mānā udās hōnā .
98Is that the stage of flying or the stage of standing still?
194Jab bhī kyō̃ kā question ātā hai - kyō̃ huā , kyō̃ kiyā tō issē siddha hai ki chakra kā gyān pūrā nahī̃ hai . 195Agar drama K|kē rāz kō jān jāyē tō kyō̃ kyā kā question uṭh nahī̃ saktā . 196Jab svayã bhī kalyāṇkārī aur samay bhī kalyāṇkārī hai tō yah kyā … kā question uṭh saktā hai ? 197Tō drama kā gyān aur drama mē̃ bhī samay kā gyān iskī kamī hai tō kyō̃ aur kyā kā question uṭhtā hai .
99Or, is it any other stage?
198Tō kabhī uṭhtā hai ki kyā yah mērā hī hisāb hai … mērā hī kaṛā hisāb hai dūsrē kā nahī̃ … kitnā bhī kaṛā hō lēkin yōg key|kī agni kē āgē kitnā bhī kaṛā hisāb kyā hai ! 199Kitnā bhī lōhā kaṛā hō lēkin tēj āg kē āgē mōm ban jātā hai . 200Kitnī bhī kaṛī parīkṣhā hō , hisāb kitāb hō , kaṛā bandhan hō lēkin yōg agni kē āgē kōī bāt kaṛī nahī̃ , sab sahaj hai . 201Kaī ātmāyē̃ kahtī haĩ - mērē hī śharīr kā hisāb hai aur kiskā nahī̃ … mērē kō hī aisā parivār milā hai … mērē kō hī aisā kām milā hai … aisē sāthī milē haĩ … lēkin jō hō rahā hai vah bahut achchhā .
100Be ones who experiment.
202Yah kaṛā hisāb śhaktiśhālī banā dētā hai . 203Sahan śhakti kō baṛhā dētā hai .
101The meaning of honesty is that the soul progresses through experimenting.
204Tēj āg kē āgē kōī bhī chīj parivartan na hō - yah hō hī nahī̃ saktā .
102Have you become those who experiment in such a way, or do you keep everything merged inside?
205Tō yah kabhī nahī̃ kahnā - kaṛā hisāb hai . 206Kamzōrī hī sahaj kō muśhkil banā dētī hai .
103Is it good if the treasures stay inside and that they are not used? 104Are you honest in that way?
207Īśhvarīy śhakti kā bahut baṛā mahatva hai . 208Tō sadā sva kō dēkhō , svadarśhan chakradhārī banō .
105The Father and the family will automatically have love in the heart for and trust someone who is honest.
209Aur bātō̃ mē̃ jānā , aurō̃ kō dēkhnā mānā girnā aur bāp kō dēkhnā , bāp kā sunnā arthāt uṛnā .
106Because of their trust, they give a full right to that one. 107A soul who is honest automatically experiences the love of the Father and the family.
210Svadarśhan chakradhārī hō yā pardarśhan chakradhārī hō ? 211Yah prakr̥iti bhī par hai , sva nahī̃ hai .
108Such a soul experiences trust from seniors, juniors and those who are equal.
212Agar prakr̥iti key|kī taraph bhī dēkhtē haĩ tō paradarśanadhārī hō gayē .
109To what extent have you become worthy of such love and trust?
213Body kônśasanēs hōnā mānā pardarśhan aur ātma abhimānī hōnā mānā svadarśhan .
110Check this too. 111Do not carry on thinking, “Because of this, they don't trust me.”
214Parad-rśan K|kē chakra mē̃ ādhākalp bhaṭaktē rahē nā . 215Saṅgamyug hai svadarśhan karnē kā yug .
112So, how can I be worthy to be trusted?”, but make yourself worthy.
216Sadā sva K|kē taraph dēkhnē vālē sahaj āgē baṛhtē haĩ . 217Achchhā .
113Souls often say, “I am good, but they don't trust me.”
218Bāpdādā nē sabhī bachchō̃ kō Christmas din key|kī in advance mubārak dī|the
114Because of this, they speak in a longwinded way.
219Duniyā vālē Christmas kā din manātē haĩ , uskō kahtē haĩ - baṛā din .
115They give many reasons, and many reasons are also created.
220Vah tō hai had K|kē chakkar K|kē hisāb sē lēkin āp sabkā baṛā yug saṅgamyug chal rahā hai .
116However, there should be honesty in the heart and honesty in the head.
221Āyu K|kē hisāb sē sabsē chhōṭā sā yug hai lēkin prāptiyō̃ K|kē hisāb sē sabsē baṛē sē baṛā yug saṅg-mayug hai . 222Tō saṅgamyug arthāt baṛē sē baṛē yug key|kī bhī mubārak hō . 223Unhō̃ kō tō ēk din kē liē Christmas father ākar gift dētē haĩ lēkin āpkō sadā kē liē god father golden world key|kī gift dētē haĩ . 224Jō ēk din nahī̃ , thōṛē samay kē liē gift nahī̃ hai lēkin anēk janmō̃ key|kī janm - janm key|kī gift hai .
117Otherwise, you fluctuate in your head a great deal.
225Tō kitnā baṛā din hō gayā ! 226Vā baṛā yug hō gayā !
118So there has to be honesty in the heart and honesty in the head.
227Baṛē sē baṛē yug kā her|har din baṛā din hai . 228Aur manātē kaun hai ? 229Baṛē sē baṛē bāp K|kē baṛē sē baṛē bachchē , baṛē dil sē , baṛē yug kā , baṛā din sadā manātē rahē haĩ .
119When there are all types of honesty, then, even if there is a lack of trust, if not today, then tomorrow there will be trust. 120There is the saying: "The boat of truth may rock, but it will never sink."
230Varṣh K|kē hisāb sē tō ēk din kā utsav manānē kā din hai .
121So the boat of trust is truth and honesty.
231Kalp K|kē hisāb sē āp sabkē liē baṛā yug manānē kā bhāgya hai .
122Although it will rock, to be worthy of trust means that the boat will never sink.
232Yah sabsē baṛē sē baṛā utsav hai . 233Her|har din utsav kā din hai .
123Therefore, with the courage of truth, you can become worthy of trust.
234Tō baṛā yug hō gayā nā ! 235Christmas K|kē din vō nācēṅgē-gāyēṅgē-khāyēṅgē .
124You heard previously that truth cannot be proved, that truth is selfevident.
236Lēkin unhō̃ kā nāchnā , unhō̃ kā gānā , unhō̃ kā manānā aur āp sabkā manānā kitnā rāt-din kā antar hai ! 237Isliē baṛē yug mē̃ baṛē din key|kī mubārak aur varṣh K|kē hisāb sē Christmas K|kē din key|kī mubārak . 238Sabhī double vidēśhī apnē-apnē prati Christmas key|kī vā nayē varṣh key|kī mubārak bāp dvārā svīkār karē̃ . 239Bachchē greetings K|kē kôrḍa bhējtē haĩ aur bāpdādā greetings card K|kē return mē̃ śhrēṣhṭh bhāgya kā record nūndh rahā hai .
125Do not prove anything, but become an embodiment of success.
240Isliē sabhī card bhējnē vālō̃ kō padmaguṇā return mē̃ mubārak hō . 241Sabhī apnē - apnē nām sē yād-pyār svīkār karē̃ .
126So, according to the speed of time, let your steps of tapasya move forward quickly and easily.
242Bhārat vālē aur vidēśh vālē dōnō̃ kō mubārak .
127Do you understand what has to be done in the Year of Tapasya?
243Dādī jī sē - bāp key|kī sr̥iṣhṭi mē̃ bhī āp haĩ aur dr̥iṣhṭi mē̃ bhī āp haĩ . 244Apnī sakhī janak kō yādpyār bhējō .
128There is still some time left. 129Adopt all these methods for yourself, and become an embodiment of success. 130Achcha.
245Yahī kahnā ki śharīr aur sēvā dōnō̃ kō sambhālnē kā balance rakhē . 246Attention rakhnā kyōṅki āgē bhī samay nājuk āyēgā . 247Śharīr nājuk hōtē jāyēṅgē aur sēvā adhik hōtī jāyēgī . 248Abhī śharīr sē bahut kām lēnā hai .
131To all the honest souls, to the souls who constantly move forward by using all treasures for a task, to the souls who constantly use their mind, body and wealth for a task in an accurate way, to the souls who constantly make themselves worthy of trust and love, to the elevated souls who change waste into best, to the souls who are sitting faraway in this land and abroad, and yet are still sitting close and personally in front of Baba, BapDada's love, remembrance and namaste.
249Achchhā . 250Ōm śhānti .
132* * * O MS H A N T I * * *