गुरुवार 24 सितंबर 1992 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 24-09-92 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban 1Satya aur asatya kā viśhēṣh antar
0> > 24-09-92 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Snēh mē̃ samāyī huī sarv śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō yathārth satya kī|key pahchān dētē huē avyakt bāpdādā bōlē - 3Āj dilārām bāp apnē sarv bachchō̃ kē|K dil kī|key āśh pūrṇ karnē kē liē milan manānē āyē haĩ . 4Avyakt rūp mē̃ tō sadā sarv bachchē milan manātē rahtē haĩ . 5Phir bhī vyakt śharīr dvārā avyakt milan manānē kī|key śhubh āśh rakhtē haĩ .
1Particular difference between truth and falsehood.
6Isliē bāp kō bhī avyakt sē vyakt mē̃ ānā paṛtā hai . 7Bāpdādā is samay chārō̃ ōr dēśh-vidēśh kē|K bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ-man sē madhuban mē̃ haĩ .
2Today, the Father, the Comforter of Hearts, has specially come to fulfil the desire of all His children and to celebrate a meeting with them.
8Āp sākār mē̃ hō aur anēk bachchē avyakt rūp sē milan manā rahē haĩ .
3All the children are always celebrating a meeting in the avyakt form anyway.
9Bāpdādā bhī sarv bachchō̃ kē|K snēh kā return dē rahē haĩ . 10Jahā̃ bhī haĩ lēkin yād dvārā bāp kē|K samīp dil mē̃ haĩ . 11Sabkē snēh kē|K sāz bāpdādā sun rahē haĩ .
4Nevertheless, there is always the desire to celebrate an avyakt meeting through the physical form as well.
12Bāp jāntē haĩ ki bachchō̃ kē liē sivāē bāp kē|K aur kōī yād karnē vālā hai nahī̃ aur bāp kō bhī sivāē bachchō̃ kē|K aur kōī hai nahī̃ . 13Sadā isī smr̥iti mē̃ rahtē haĩ ki maĩ bābā kā aur bābā mērā . 14Yahī smr̥iti sahaj bhī hai aur samarth banānē vālī hai . 15Aisā smr̥itisvarūp snēhī bachchā sākār mē̃ tō kyā lēkin svapn mē̃ bhī kabhī asamarth hō nahī̃ saktā .
5This is why the Father also has to come from the avyakt into the corporeal.
16Asamarth hōnā arthāt mērā bābā kē bajāē kōī aur mērāpan ātā hai . 17Ēk mērā bābā-yah hai milan manānā . 18Agar ēk kē bajāē dō mērā huā tō kyā hō jātā ?
6At this time BapDada is seeing all the children in this land and the children abroad – in their mind, all are in Madhuban.
19Vah hai milnā aur vah hai jhamēlā . 20Kaī bachchē samajhtē haĩ-bābā tō mērā hai hī lēkin aur bhī ēk-dō kō mērā kahnā hī paṛtā hai .
7You are here in the physical form and all the other innumerable children are celebrating a meeting in the subtle form.
21Kahtē haĩ-aur kōī nahī̃ , sirph ēk ādhār chāhiē .
8BapDada is also giving all the children the return of their love.
22Lēkin vāydā kyā hai-ēk bāp dūsrā na kōī yā ēk bāp ēk aur ? 23Bhōlē ban jātē hō .
9Wherever you are, through remembrance you are close to the Father’s heart.
24Us ēk mē̃ anēk samāyē huē hōtē haĩ , isliē jhamēlā hō jātā hai .
10BapDada is hearing the music of everyone’s love.
25Is purānī duniyā mē̃ bhī aisē khilaunē miltē haĩ jō bāhar sē ēk dikhāī dētā hai lēkin ēk mē̃ ēk hōtā hai . 26Ēk khōltē jāō tō dūsrā nikalēgā , dūsrā khōlē̃gē tō tīsrā nikalēgā . 27Yah bhī aisā hī khilaunā hai . 28Dikhāī ēk dētā lēkin andar samāyē huē anēk haĩ .
11The Father knows that, for the children, there isn’t anyone to remember the children except the Father, and for the Father too, there is no one except you children.
29Aur jab jhamēlē mē̃ chalē gayē tō milan manānā kaisē hō saktā ? 30Jhamēlē mē̃ hī lagē rahē̃gē yā milan manāyēṅgē ? 31Sirph vō nahī̃ sōchō .
12You always remain in the awareness that you belong to Baba and that Baba belongs to you.
32Sivāē ēk bāp kē|K saṅkalp mē̃ bhī agar kōī ātmā kō vā prakr̥iti kē|K sādhan kō mērā sahārā svīkār kiyā tō yah automatic īśhvarīy machinery bahut fast gati sē kārya kartī hai . 33Jis second anya kō sahārā banāyā , usī second man-buddhi kā bāp sē kinārā hō jātā hai . 34Satya bāp sē kinārā hōnē kē|K kāraṇ buddhi asatya kō satya , wrong kō right mānnē lagtī hai , ulṭī judgement dēnē lagtī hai . 35Kitnā bhī kōī samjhāyēgā ki yah right nahī̃ hai , lēkin vah yathārth kō , satya kō bhī asatya kī|key śhakti sē samjhānē vālē kō wrong siddh karēgā .
13This awareness is easy and it also makes you powerful.
36Yah sadā yād rakhō ki ājkal drama anusār asatya kā rājya hai aur asatya kē|K rājya-adhikārī president rāvaṇ hai .
14Such loving children who are embodiments of remembrance can never be weak, not just in the physical form, but even in their dreams.
37Uskē kitnē śhīśh haĩ arthāt asatya kī|key śhakti kitnī mahān hai ! 38Uskē mantrī-mahāmantrī bhī baṛē mahān haĩ . 39Uskē judge aur vakīl bhī baṛē hōśhiyār haĩ .
15To be weak (powerless) means that instead of ‘my Baba’, you have the consciousness of ‘mine’ for something else.
40Isliē ulṭī judgement kī|key points bahut variety aur bāhar sē madhur rūp kī|key dētē haĩ .
16To have the awareness of ‘my Baba’ means to celebrate a meeting.
41Isliē satya kō asatya siddha karnē mē̃ bahut hōśhiyār hōtē haĩ .
17If, instead of one, there is the consciousness of ‘Mine’ for two, what happens then?
42Lēkin asatya aur satya mē̃ viśhēṣh antar kyā hai ?
18One is a meeting (mela) and the other is chaos (jamela).
43Asatya kī|key jīt alpkāl kī|key hōtī hai kyōṅki asatya kā rājya hī alp-kāl kā hai . 44Satyatā kī|key hār alpkāl kī|key aur jīt sadākāl kī hai .
19Some children think that Baba is theirs anyway, but that they also have to say “mine” for one or two others.
45Asatya kē|K alpkāl kē|K vijayī us samay khuśh hōtē haĩ .
20They say: I don’t need anyone else, but I do need some support.
46Jitnā thōṛā samay khuśhī manātē vā apnē kō right siddha kartē , tō samay ānē par asatya kē|K alpkāl kā samay samāpt hōnē par jitnī asatyatā kē|K vaśh mauj manāī , utnā hī sau guṇā satyatā kī|key vijay pratyakṣha hōnē par paśhchātāp karnā hī paṛtā hai . 47Kyōṅki bāp sē kinārā , sthūl mē̃ kinārā nahī̃ hōtā , sthūl mē̃ tō svayã kō gyānī samajhtē haĩ lēkin man aur buddhi sē kinārā hōtā . 48Aur bāp sē kinārā hōnā arthāt sadākāl kī|key sarv prāptiyō̃ kē|K adhikār sē sampann kē bajāē adhūrā adhikār prāpt hōnā . 49Kaī bachchē samajhtē haĩ ki asatya kē|K bal sē asatya kē|K rājya mē̃ vijay kī|key khuśhī vā mauj is samay tō manā lē̃ , bhaviṣhya kisnē dēkhā .
21However, what was your promise?
50Kaun dēkhēgā-ham bhī bhūl jāyēṅgē , sab bhūl jāyēṅgē . 51Lēkin yah asatya kī|key judgement hai .
22Was it “to belong to the one Father and none other”?
52Bhaviṣhya vartamān kī|key parchhāī hai . 53Binā vartamān kē|K bhaviṣhya nahī̃ bantā .
23Or was it “to belong to the one Father and one other”?
54Asatya kē|K vaśhībhūt ātmā vartamān samay bhī alpkāl kē|K sukh kē|K nām , mān , śhān kē|K sukhō̃ kē|K jhūlē mē̃ jhūl saktī hai aur jhūltī bhī hai , lēkin atīndriya avināśhī sukh kē|K jhūlē mē̃ nahī̃ jhūl saktī . 55Alpkāl kē|K śhān , mān aur nām kī|key mauj manā saktē haĩ lēkin sarv ātmāō̃ kē|K dil kē|K snēh kā , dil kī|key duāō̃ kā mān nahī̃ prāpt kar saktē . 56Dikhāvā mātra mān pā saktē haĩ lēkin dil sē mān nahī̃ pā saktē . 57Alpkāl kā śhān miltā hai lēkin bāp sē sadā diltakhtanaśhīn kā śhān anubhav nahī̃ kar saktē .
24You become innocent then.
58Asatya kē|K sāthiyō̃ dvārā nām prāpt kar saktē haĩ lēkin bāpdādā kē|K dil par nām nahī̃ prāpt kar saktē kyōṅki bāpdādā sē kinārā hai . 59Bhaviṣhya kī|key bāt tō chhōṛō , vah tō understood hai . 60Lēkin vartamān satyatā aur asatyatā kī|key prāpti mē̃ kitnā antar hai ? 61Ēk dūsrā mērā banāyā arthāt asatya kā sahārā liyā .
25In that one, there are many others included and this is why it becomes a jamela.
62Kitnā jhamēlā huā ! 63Kahnē mē̃ tō kahē̃gē - aur kuchh nahī̃ , sirph kabhī-kabhī thōṛā sahārā chāhiē . 64Lēkin vāydā tōṛnā arthāt jhamēlē mē̃ paṛnā .
26You can find such toys even in this old world where it seems like one externally, but it is one inside another, inside another (Russian dolls).
65Kyā aisā vāydā kiyā hai - ēk mērā bābā aur kabhī-kabhī dūsrā ? 66Dūsrā bhī allow hai ? 67Yah likhā thā kyā ?
27You open one and there is another one inside it; when you open the second, there is another one inside it.
68Chāhē alpkāl kē|K nām-mān-śhān kā sahārā lō|low , chāhē vyakti kā lō|low , chāhē vaibhav kā lō|low , jab dūsrā na kōī tō phir dūsrā kahā̃ sē āyā ? 69Yah asatya kē|K rājya kē|K jhamēlē mē̃ phaṅsānē kī|key caturāiyā̃ haĩ . 70Jaisē bāp kahtē haĩ nā - maĩ jō hū̃ , jaisā hū̃ , vaisā mujhē number-vār jāntē haĩ . 71Aisē asatya kē|K rājya-adhikārī rāvaṇ kō bhī jō hai , jaisā hai , vaisē sadā nahī̃ jāntē hō .
28This is also like such a toy.
72Kabhī bhūl jātē hō , kabhī jāntē hō . 73Rājya-adhikārī hai tō yah tākat kam hōgī ! 74Chāhē jhūṭhā hō , chāhē sachchā hō lēkin rājya tō hai nā .
29Visibly, it is only one, but merged in the one are many others.
75Isliē apnē kō check karō , dūsrē kō nahī̃ . 76Ājkal dūsrō̃ kō check karnē mē̃ sab hōśhiyār hō gayē haĩ .
30So how can you celebrate a meeting when you end up in a chaos?
77Bāpdādā kahtē haĩ-apanā checker banō aur dūsrē kā maker banō . 78Lēkin kartē kyā hō ? 79Dūsrē kā checker ban jātē hō aur bātē̃ banānē mē̃ maker ban jātē hō .
31Will you just be caught up in the chaos or will you celebrate a meeting?
80Bāpdādā rōz kī|key har ēk bachchē kī|key kaun see|sī|C kahāniyā̃ suntē haĩ ? 81Bahut baṛā kitāb hai kahāniyō̃ kā . 82Tō apnē kō check karō . 83Dūsrē kō check karnē lagtē hō tō lambī kathāyē̃ ban jātī haĩ aur apnē kō check karē̃gē tō sab kathāyē̃ samāpt hō ēk satya jīvan kī|key kathā practical mē̃ chalēgī .
32Don’t think that it is just two.
84Sabhī kahtē haĩ-bābā , āp sē bahut pyār hai ! 85Sirph kahtē hō vā kartē bhī hō , kyā kahē̃gē ? 86Kabhī kahtē hō , kabhī kartē hō . 87Bāp kē|K pyār kā pratyakṣha sabūt bāp nē dē diyā .
33Apart from the Father, if you accept any other soul or even any facilities of matter as your support, even just in your thoughts, then this Godly machinery works at a very fast speed in an automatic way.
88Jō hō , jaisē hō-mērē hō . 89Lēkin abhī bachchō̃ kō sabūt dēnā hai . 90Kyā sabūt dēnā hai ? 91Bāp kahtē haĩ-jō hō , jaisē hō-mērē hō .
34The second that you make someone or something else your support, in that very second, the mind and intellect have stepped away from the Father.
92Aur āp kyā kahē̃gē ? 93Jō hai vah sab āp hō . 94Aisē nahī̃-thōṛā-thōṛā aur bhī hai . 95Bāp sē pyār hai lēkin kabhī-kabhī asatya kē|K rājya kē|K prabhāv mē̃ ā jātē haĩ .
35Because of stepping away from the Father who is the Truth, the intellect will begin to consider something false to be true, and something wrong to be right.
96Achchhā !
97Chārō̃ ōr kē|K yathārth satya kō parakhnē vālē , sachchē bāp kē|K sachchē bachchō̃ kō , sarv snēh mē̃ samāē huē śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , sarv sadā vāydē kō nibhānē vālī samarth ātmāō̃ kō , sarv yathārth parakhnē vālī śhaktiśhālī ātmāō̃ kō , sarv yād aur sēvā mē̃ nirvighna rahnē vālē , sadā sāth aur samīp rahnē vālē bachchō̃ kō yād , pyār aur namastē . 98Dādiyō̃ sē mulākāt 99Jitnā jō sēvā kē nimitt bantā hai utnā hī dil kā hajār guṇā snēh sēvā kē sāth anubhav hōtā hai . 100Isliē jimmēvārī , jimmēvārī nahī̃ lagtī , khēl lagtā hai .
36It begins to make wrong judgment.
101Khēl tō nayā hī dēkhnā achchhā hōtā hai . 102Purānā khēl kyā dēkhē̃gē . 103Jab vr̥ikṣha kā vistār hōtā hai tabhī sār ( bīj ) pratyakṣha dikhāī paṛtā hai . 104Vistār sār kō pratyakṣha kartā hai .
37Then, no matter how much someone tries to explain that that is not right, with the power of falsehood that one will prove the correct and right things to be false to the one who is trying to explain to him.
105Majā ātā hai nā . 106Viśhva kē|K takhtnaśhīn hōnē kē|K pahlē sēvā kē|K takhtnaśhīn bannā hōtā hai . 107Jō jitnī sēvā kē|K takhtnaśhīn bantā hai utnā hī viśhva kē|K takhtnaśhīn bantā hai . 108Bēhad kī|key sēvā kā takht milā hai nā .
38Always remember that nowadays, according to the drama, it is the kingdom of falsehood and that the ruling president of falsehood is Ravan.
109Achchhā mēkaap kiyā hai . 110Achchhā hai madhuban mē̃ rahnā . 111Yē sabhī madhuban mē̃ rahnē vālē haĩ . 112Madhuban kī|key seat milī hai nā .
39He has so many heads, that is, the power of falsehood is so great!
113Tō madhuban hai sēvā kā takht , bēhad kī|key sēvā kā takht . 114Achchhā group hai .
40His ministers and great ministers are also very great.
115Achchhī sēvā chal rahī hai nā . 116Paryāvaraṇ abhiyān prati sandēśh
41His judges and lawyers are also very clever.
117Sēvā kā pratyakṣhaphal hai ātmāō̃ kō anubhūti karānā , sandēśh kē sāth anubhūti karānā . 118Yahī sēvā kā pratyakṣhaphal hai .
42This is why they give a variety of points for the false judgment in a very sweet manner.
119Sandēśh dēnā tō kab bhī ( bhaviṣhya mē̃ bhī ) jān saktē haĩ lēkin anubhūti pratyakṣhaphal hai .
43This is why they are very clever in proving something false to be true.
120Iskī āvaśhyaktā hai jō sivāē āp lōgō̃ kē|K kōī karā nahī̃ saktā .
44However, what is the particular difference between truth and falsehood?
121Sunānē vālē anēk haĩ , anubhav karānē vālē sirph āp hō . 122Achchhā ! 123Avyakt bāpdādā kī|key personal mulākāt 124Group nã . 1
45Victory for falsehood is temporary because the kingdom of falsehood is temporary.
125Duḥkh kī|key lahar sē mukt hōnē kē|K liyē karmayōgī bankar karma karō
46Defeat for truth is temporary and victory for truth is permanent.
126Sabhī apnē kō śhrīmat par chalnē vālī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ anubhav kartē hō ? 127Nām hī hai śhrīmat .
47Those who are victorious on the basis of falsehood become happy just for that time.
128Śhrī kā arth|earth hai śhrēṣhṭh . 129Tō śhrēṣhṭh mat par chalnē vālē śhrēṣhṭh huē nā .
48For the little time that they celebrate in happiness, they consider themselves to be right.
130Yah rūhānī naśhā , bēhad kā naśhā rahtā hai nā . 131Yā kabhī-kabhī had kā naśhā bhī ā jātā hai ? 132Isliyē sadā apnē kō dēkhō-calatē-phiratē kōī bhī kārya kartē bēhad kā rūhānī naśhā rahtā hai ? 133Chāhē karma majdūrī kā bhī hō , sādhāraṇ karma kartē apnē śhrēṣhṭh naśhē kō bhūltē tō nahī̃ hō ?
49However, when the temporary period of falsehood comes to an end, and when the victory for truth is revealed, to the extent they celebrated in pleasure under the influence of falsehood, so there is accordingly one hundredfold repentance for the falsehood because you stepped away from the Father.
134Ghar mē̃ rahnē vālī , ghar kī|key sēvā karnē vālī sādhāraṇ mātāyē̃ haĩ-yah yād rahtā hai yā jagat mātā hū̃ , jagat kā kalyāṇ karnē kē nimitt yah kārya kar rahī hū̃-yah yād rahtā hai ? 135Jisē yah rūhānī naśhā hōgā uskī niśhānī kyā hōgī ? 136Vah khuśhī mē̃ rahēgā , kōī bhī karma karēgā lēkin karma kē|K bandhan mē̃ nahī̃ āyēgā , nyārā aur pyārā hōgā . 137Karma kē|K bandhan mē̃ ānā arthāt karma mē̃ phansnā aur jō nyārā-pyārā hōtā hai vah karma kartē bhī karma kē|K bandhan mē̃ nahī̃ ātā , karmayōgī ban karma kartā hai .
50You didn’t step away physically.
138Agar karma kē|K bandhan mē̃ āyēṅgē tō khuśhī gāyab hō jāyēgī . 139Kyōṅki karma achchhā nahī̃ hōgā .
51In a physical way you consider yourself to be knowledgeable, but you stepped away in your mind and intellect.
140Lēkin karmayōgī bankar karma karnē sē duḥkh kī|key lahar sē mukt hō jāyēṅgē . 141Sadā nyārā hōnē kē|K kāraṇ pyārē rahē̃gē . 142Tō samjhā , kaisē rahnā hai ? 143Karmbandhan mukt .
52To step away from the Father means that, instead of becoming full with a right to all attainments for all time, you only claim half the rights.
144Karma kā bandhan khīñchē nahī̃ , mālik hōkar karma karāyē̃ . 145Mālik nyārā hōtā hai nā . 146Mālik hōkar karma karānā-isē kahā jātā hai bandhan-mukt . 147Aisī ātmā sadā svayã bhī khuśh rahēgī aur dūsrō̃ kō bhī khuśhī dēgī .
53Some children think that they should at least celebrate the pleasure and happiness of victory in the kingdom of falsehood with the power of falsehood for this time now, because “Who has seen the future?
148Aisē rahtē hō ?
54Who will see anything anyway?
149Suntē tō bahut hō , abhī ja sunā hai vah karnā hai . 150Karē̃gē tō pāyēṅgē .
55We will have forgotten, and everyone else will also have forgotten.”
151Abhī-abhī karnā , abhī-abhī pānā . 152Mātāō̃ kō kabhī duḥkh kī|key lahar ātī hai ?
56However, that is judgment based on falsehood.
153Kabhī man sē rōtī hō ? 154Man kā rōnā tō sabkō ā saktā hai .
57The future is the shadow of the present.
155Tō śhrīmat hai-sadā khuśh rahō . 156Śhrīmat yah nahī̃ hai ki kabhī-kabhī rō lō .
58The future cannot be created without the present.
157Bahutkāl man sē vā āṅkhō̃ sē rōyā , rāvaṇ nē rūlāyā nā . 158Lēkin abhī bāp kē|K banē hō khuśhī mē̃ nāchnē kē|K liyē , rōnē kē|K liyē nahī̃ . 159Rōnā khatm hō gayā . 160Duḥkh kī|key lahar-yah bhī rōnā hai .
59A soul under the influence of falsehood can swing in the swings of the temporary happiness of receiving name, respect, honour etc. but such a soul cannot swing in the swing of supersensuous joy.
161Yah man kā rōnā hō gayā . 162Sukhdātā kē|K bachchē sadā sukh mē̃ jhūltē rahō . 163Duḥkh kī|key lahar ā nahī̃ saktī . 164Bhūl jātē hō tab ātī hai .
60That soul can celebrate the pleasure of temporary name, respect and honour, but he cannot receive the love and blessings from the hearts of all souls.
165Isliyē abhūl banō . 166Abhī jō bhī kamjōrī hō usē mahāyajña mē̃ svāhā karkē jānā .
61He can attain superficial love, but not respect from the heart.
167Sāth mē̃ lēkar nahī̃ jānā , yahā̃ hī svāhā karkē jāō . 168Svāhā karnā ātā hai nā . 169Dr̥iṛh saṅkalp karnā arthāt svāhā karnā . 170Achchhā !
62He can receive temporary honour, but cannot experience the honour from the Father of being seated on His heartthrone.
171Sabhī kī|key āśh pūrī huī . 172Yah bhī bhāgyavān hō jō aisē miltē rahtē hō . 173Āgē chalkar kyā hōtā hai … . 174Yah bhī bhāgya jitnā miltā hai utnā lētē chalō .
63Through the companions of falsehood, he can attain name, but cannot claim a name on BapDada’s heartthrone because he has stepped away from BapDada.
175Uṛtē jāō . 176Yahī yād rakhnā ki mahān haĩ aur mahān banānā hai . 177Group nã . 2 178Sarv śhaktiyō̃ kō samay par kārya mē̃ lagānā arthāt master sarvśhaktivān bannā
64Let alone the future that is understood anyway there is so much difference in the present attainments received from truth and falsehood.
179Śhaktiyō̃ kā pūjan dēkhkar kyā smr̥iti mē̃ rahtā hai ?
65To make one other belong to you means to make falsehood your support.
180Apnē kō check kartē hō-jaisē śhaktiyō̃ kō aṣhṭ bhujādhārī dikhātē haĩ tō ham bhī aṣhṭ śhaktivān , master sarvśhaktivān ātmā hū̃ . 181Yē aṣhṭ tō niśhānī mātra haĩ lēkin haĩ tō sarv śhaktiyā̃ . 182Śhaktiyō̃ kā nām suntē , śhaktiyō̃ kā pūjan dēkhtē sarv śhaktiyō̃ kī|key smr̥iti ātī hai yā sirph dēkhkar kē|K khuśh hō ? 183Jaṛ chitrō̃ mē̃ kitnī kamāl bhar dētē haĩ !
66That is such a jamela!
184Tō chaitanya kā hī jaṛ bantā hai nā . 185Tō chaitanya mē̃ ham kitnē kamāl kē|K banē haĩ arthāt śhrēṣhṭh banē haĩ ! 186Tō yah khuśhī hōtī hai ki yah hamārā yādgār hai !
67You would say for the sake of saying it: It isn’t anything else, but sometimes, I need a little support.
187Yā dēviyō̃ kā hai ? 188Dēviyō̃ kē sāth gaṇēśh kī|key bhī pūjā hōtī hai nā .
68However, to break a promise means to get caught up in a jamela.
189Tō practical mē̃ aisē banē haĩ tab tō yādgār banā hai . 190Sadaiv apnē kō check karō ki sarv śhaktiyā̃ anubhav hōtī haĩ ?
69Was your promise that one Baba is yours and that there can sometimes be another?
191Bāp nē tō the|dī lēkin mainnē kitnī lī , dhāraṇ kī aur dhāraṇ karnē kē bād samay par vō śhakti kām mē̃ ātī hai ? 192Agar samay par kōī chīj kām mē̃ nahī̃ āyē tō vah hōnā , na hōnā , ēk hī bāt hai . 193Kōī bhī chīz rakhtē hī haĩ samay par kām mē̃ ānē kē|K liyē . 194Agar samay par kām mē̃ nahī̃ āī|eye|I tō kyā kahē̃gē ?
70Is a second one allowed?
195Hai vā nahī̃ hai , ēk hī bāt huī nā .
71Was that what you wrote?
196Tō bāp nē the|dī lēkin hamnē kitnī lī-yah check karō . 197Jab practical mē̃ kām mē̃ āyē tab kahē̃gē master sarvśhaktivān . 198Śhakti kām mē̃ nahī̃ āvē aur kahē̃ master sarvśhaktivān , yah śhōbhtā nahī̃ hai . 199Ēk bhī śhakti kam hōgī tō samay par dhōkhā dē dēgī .
72Even if you take the support of temporary name, respect and honour, or of a person, or any physical possession, when you had promised there would be none other, where did the other come from?
200Kōī bhī samay usī śhakti kā paper ā jāyē tō pās|pass hōṅgē yā fail hōṅgē ? 201Agar nahī̃ hōgī tō fail hōṅgē , hōgī tō pās|pass hōṅgē .
73All of that is the cleverness to trap you in the jamela of the kingdom of falsehood.
202Māyā bhī jāntī hai-isakē pās|pass is śhakti kī|key kamī hai . 203Tō vahī paper ātā hai . 204Isliyē ēk bhī śhakti kam|cum nahī̃ hōnī chāhiyē . 205Samjhā ?
74The Father says that children know Me numberwise as I am and what I am.
206Aisē nahī̃-śaktiyā̃ tō ā gaī , ēk kam huī tō kyā harjā hai . 207Ēk mē̃ hī harjā hai . 208Ēk hī fail kar dēgī . 209Sūryavanśhī mē̃ ānā hai tō full pass hōnā paṛēgā nā .
75In the same way, you don’t always know Ravan, the ruler of falsehood, as he is and what he is.
210Full pass hōnē kā arth|earth hī hai master sarvśhaktivān bannā .
76Sometimes you forget and sometimes you know him.
211Mātāō̃ mē̃ sahan śhakti hai ? 212Yā thōṛā-thōṛā krōdh ā jātā hai ?
77He is a ruler and so that power would be no less!
213Pāṇḍavō̃ kō krōdh yā rōb ātā hai ? 214Sahan śhakti kī|key kamī hai tab hī āyēgā nā .
78Whether he is false or true, it is his kingdom.
215Sarv śhaktiyō̃ mē̃ sahan śhakti bhī tō śhakti hai nā .
79Therefore, check yourself, not others.
216Ēk bhī śhakti kam huī tō full pass hōṅgē yā adhūrē pās|pass hōṅgē ?
80Nowadays, everyone has become clever in checking others.
217Isliyē sarv śhaktiyō̃ kō check karō . 218Percentage bhī kam|cum na hō .
81BapDada says: Become your own checker and the maker of others.
219Aisē nahī̃-thōṛā krōdh āyā , jyādā nahī̃ āyā . 220Yadi thōṛā bhī ā gayā tō uskō fail kahē̃gē aur ādat paṛ jāyēgī thōṛā-thōṛā fail hōnē kī|key tō full pass kaisē hōṅgē ? 221Isliyē ēk bhī śhakti kī|key kamī na hō . 222Aisē albēlē nahī̃ rahnā ki ēk thōṛī kam|cum hai , baṛh jāyēgī .
82However, what do you do?
223Bahut samay kī|key kamī samay par dhōkhā dē dēgī . 224Isliē master sarvśhaktivān arthāt sarv śhaktiyō̃ sē sampann banō .
83You become the checker of others, and you become the maker of many stories.
225Sarv śhaktiyō̃ kō kārya mē̃ lagātē chalō aur uṛtē chalō . 226Samjhā ? 227Group nã . 3 228Tērē kō mērē mē̃ badalnā hī brāhmaṇ jīvan hai
84What story of all the children does BapDada hear every day?
229Sabhī apnē kō ēk bal ēk bharōsā aisē anubhav kartē hō ? 230 ēk bābā dūsrā na kōī yah pakkā hai nā . 231Yā bābā bhī hai tō bachchē bhī haĩ , sambandhī bhī haĩ ? 232Jab bachchē haĩ , pati hai , sāsū-sasur haĩ-itanē sārē haĩ tō ēk kaisē huā ?
85The book of stories is very big.
233Sāmnē haĩ , dēkh rahē haĩ , sēvā kar rahē haĩ , phir ēk kaisē huā ? 234Yē mērē nahī̃ haĩ lēkin bāp nē sēvā kē|K liyē diyē haĩ-aisī dr̥iṣhṭi-vr̥itti rakhnē sē ēk hī yād rahēgā . 235Chāhē kitnē bhī hō̃ , kaun bhī hō̃ , lēkin sabhī bāp kē|K bachchē haĩ aur hamkō sēvā kē|K liyē yē ātmāyē̃ milī haĩ . 236Sāsū nahī̃ hai lēkin sēvā kē|K liyē ātmā hai-aisī vr̥itti rahtī hai ?
86So, check yourself!
237Bachchī kō bachchī nahī̃ samajhtē , mērī kanyā hai , mērī kanyā kā kalyāṇ karō-aisē nahī̃ kahtē hō . 238Bāp nē sēvā arth|earth nimitt banāyā hai . 239Ghar mē̃ nahī̃ rahē huē hō lēkin sēvā-sthān par rahē huē hō . 240Mērā sab tērā hō gayā .
87When you begin to check others, they become long stories, whereas when you check yourself, all stories end and there will then only be the one true lifestory of the practical form.
241Mērā kuchh nahī̃ , śharīr bhī mērā nahī̃ .
88Everyone says: Baba, I love You a lot.
242Jab mērā hai hī nahī̃ tō body-conscious kaisē hō saktā hai . 243Mērē mē̃ hī ākarṣhaṇ hōtī hai .
89Do you just say it or do you truly have that love?
244Jab mērā samāpt hō jātā hai tō man aur buddhi kō apnī taraph khīñch nahī̃ saktē haĩ . 245Brāhmaṇ jīvan arthāt mērē kō tērē mē̃ badalnā . 246Tō bār-bār yah check karō ki tērā , mērā tō nahī̃ ban gayā . 247Agar mērāpan nahī̃ hōgā , tērā hī hai tō double light hōṅgē .
90What would you say?
248Agar thōṛā bhī bōjh anubhav kartē hō tō samajhō-mērāpan mix hō gayā hai .
91Sometimes you just say it, and at other times you have that love for Him.
249Bhakti mē̃ kahtē haĩ ki sab-kuchh tērā . 250Brāhmaṇ jīvan mē̃ kahnā nahī̃ hai , karnā hai . 251Yah karnā sahaj hai nā . 252Bōjh dēnā sahaj hōtā hai yā lēnā sahaj hōtā hai ?
92The Father has given the practical proof of the Father’s love: Whatever you are, however you are, you are Mine.
253Tērā kahnā mānā bōjh dēnā aur mērā kahnā mānā bōjh lēnā .
93However, you children now have to give the proof.
254Tō abhī ēk bal ēk bharōsā . 255Bas , ēk hī ēk .
94What proof do you have to give?
256Ēk likhnā sahaj hai nā . 257Tō yah tērā-tērā kahnē vālā group hai . 258Achchhā ! 259Group nã . 4
95The Father says: Whatever you are, however you are, you are Mine.
260Pūjya vah jiskī āṅkh bāp kē|K sivāē kahā̃ bhī na ḍūbē 261Sadā yah naśhā rahtā hai ki ham kalp-kalp kī|key sarvaśhrēṣhṭha pūjya ātmāyē̃ bantē haĩ ? 262Kitnī bār āpkī pūjā huī hai ? 263Pūjya ātmā hū̃-yah pūjyapan kī|key anubhūti kyā hōtī hai ?
96And what will you say?
264Niśhānī kyā hai ? 265Naśhā hai , khuśhī hai-vah tō ṭhīk hai .
97You are everything for me.
266Lēkin kaunsā saṅskār aisā hai jissē samajhtē hō-maĩ hī pūjya thā ?
98It should not be that there is a little of something else too.
267Jō pūjya ātmāyē̃ haĩ unkī viśhēṣhtā kyā hai ? 268Kis viśhēṣhtā kē|K ādhār par kōī pūjya bantā hai ?
99You have love for the Father, but you sometimes get influenced by the kingdom of falsehood.
269Laukik mē̃ bhī dēkhō-kisakō kahtē haĩ ki yah tō pūjya hai . 270Pūjya ātmā kī|key niśhānī hai-vah kabhī bhī kisī bhī vastu kē pīchhē , vyakti kē pīchhē jhukēgā nahī̃ . 271Sab uskē āgē jhukē̃gē lēkin vah jhukēgā nahī̃ . 272Namratā sē jhukanā-vah alag chīj hai .
100Achcha.
273Lēkin jhuknā arthāt prabhāvit hōnā . 274Pūjya kē āgē sab jhuktē haĩ , pūjya nahī̃ jhuktā hai . 275Tō kisī bhī prakār kē|K vyakti yā vaibhav kī|key ākarṣhaṇ jhukā lēvē-yah pūjya kī|key niśhānī nahī̃ hai . 276Tō yah check karō ki kabhī bhī , kisī bhī ākarṣhaṇ mē̃ man aur buddhi jhuktī tō nahī̃ hai , prabhāvit tō nahī̃ hōtē hō ?
101To all the true children everywhere who belong to the true Father and who recognise the real truth, to the elevated souls who are merged in love, to the powerful souls who always fulfil all promises, to all the powerful souls who recognise the truth, to all those who remain free from obstacles through remembrance and service, to the children who always remain in the company of and close to the Father, love, remembrance and namaste.
277Sivāē ēk bāp kē|K aur kahā̃ bhī man aur buddhi kā jhukāv nahī̃ . 278Pūjya arthāt jhukānē vālā , na ki jhuknē vālā . 279Jō kalp-kalp kā pūjya hōgā uskī niśhānī kyā hōgī ?
102BapDada meeting Dadis: 103To the extent that you become an instrument for service, accordingly, together with service you also experience one thousandfold love from the heart.
280Sivāē bāp kē|K , aur kahā̃ bhī āṅkh nahī̃ ḍūbēgī . 281Yah bahut achchhā hai , yah bahut achchhī chīj hai-nahī̃ .
104Therefore, the responsibility does not feel like a responsibility, but a game.
282Pūjya ātmāō̃ kē āgē svayã sab vyakti aur vaibhav jhuktē haĩ .
105It is always good to see the game as something new.
283Jō iṣhṭ dēv hōtē haĩ , bhakta lōg svayã baṛhiyā tē baṛhiyā achchhī chīj iṣhṭ kē āgē bhēṇṭ chaṛhāyēṅgē . 284Iṣhṭ un chījō̃ par prabhāvit nahī̃ hōgā lēkin vō chījē̃ svayã uskē āgē jhukē̃gī . 285Tō pūjya kī|key niśhānī hai-ēk bāp kē|K sivāē kahā̃ bhī man-buddhi kā jhukāv nahī̃ . 286Regard aur chīj hai , pyār aur chīj hai , namratā aur chīj hai lēkin prabhāvit hōnā aur chīj hai .
106Why would you want to see an old game?
287Tō pūjya ātmā thē aur bār-bār banē̃gē . 288Yah niśhānī apnē andar check karō .
107It is when the tree has grown that you are able to see its essence (seed).
289Kabhī bhī kisī bhī saṅskār kē|K vaśh ātmā vaśhībhūt hō jātī hai tō yah bhī jhuknā huā . 290Mānō kōī brāhmaṇ ātmā , pūjya ātmā kahē ki āj krōdh kē|K vaśh hō gaī , lōbh kē|K vaśh hō gaī , abhimān kē|K vaśh hō gaī-tō yah jhuknā huā yā jhukānā huā ? 291Tō pūjya kabhī jhuktā nahī̃ . 292Pūjya kē āgē sab ākarṣhit hōkar svayã ātē haĩ , pūjya kisī kē pīchhē ākarṣhit nahī̃ hōtā .
108The growth reveals the essence.
293Tō yah niśhānī dēkhō .
109You enjoy it, do you not?
294Agar kabhī-kabhī jhukāv hō jātā hai tō pūjā bhī kabhī-kabhī hōgī , sadā nahī̃ hōgī . 295Pūjya mē̃ bhī number hōtē haĩ .
110Before being seated on the throne of the world you have to be seated on the throne of service.
296Vairā-yaṭī hōtī hai nā . 297Kōī pūjya sadā pūjē jātē haĩ aur kōī-kōī kī|key kabhī pūjā hōtī hai , kōī kī|key vidhipūrvak hōtī hai aur kōī kī|key kām-calāū pūjā hōtī hai .
111To the extent that one is seated on the throne of service, accordingly one is then seated on the throne of the world.
298Mandirō̃ mē̃ bhī phark hōtā hai nā . 299Tō yahā̃ bhī aisē hai .
112You have received the throne of unlimited service, have you not?
300Jō vidhipūrvak śhrīmat kō apnātē nahī̃ , kām-calāū , chalō amr̥itvēlē uṭhnā hai , baiṭhnā hai , kōī dēkhē nahī̃ , kōī kahē nahī̃ ki yah uṭhā nahī̃ , phir chāhē bāp sē milan manāyē yā nidrā sē milan manāyē . 301Yah kām-calāū hō gayā nā . 302Amr̥itvēlē uṭhā , baiṭhā lēkin vidhipūrvak nahī̃ . 303Tō mūrti kō bhī biṭhā dētē haĩ lēkin pūjā vidhipūrvak nahī̃ hōtī hai .
113You have caught up very well.
304Lagāv tab hōtā hai jab jhukāv hōtā hai . 305Binā lagāv kē|K jhukāv nahī̃ hōtā .
114It is good to stay in Madhuban.
306Āj kē|K bhaktō̃ kā bhī chāhē alpkāl kī|key prāpti kī|key taraph lagāv hō , tabhī jhukāv hōtā hai .
115All of you are those who stay in Madhuban.
307Ājkal pūjya kī|key taraph lagāv nahī̃ hai , alpkāl kī|key prāpti kē|K taraph lagāv hai .
116You have received the seat of Madhuban, have you not?
308Lēkin prāpti karānē vālī pūjya ātmāyē̃ haĩ , isliyē jhuktē unkī taraph hī haĩ . 309Tō samjhā , pūjya kī|key niśhānī kyā hai ?
117So, Madhuban is the throne of service, the throne of unlimited service.
310Kalp-kalp kī|key śhrēṣhṭh pūjya ātmāyē̃ sadā svayã kō sampann anubhav karē̃gī . 311Jō sampann hōtā hai uskī āṅkh kismē̃ bhī nahī̃ jātī . 312Pūjya ātmā sampann hōnē kē|K kāraṇ sadā hī apnē rūhānī naśhē mē̃ rahēgī . 313Unkē man-buddhi kā jhukāv kahā̃ bhī nahī̃ hōgā - na dēh kē|K sambandh mē̃ , na dēh kē|K padārtha mē̃ .
118It is a good group.
314Sabsē nyārā aur sabsē pyārā .
119Very good service is taking place, is it not?
315Brāhmaṇ jīvan kā majā jīvanmukt sthiti mē̃ hai .
120Message for the environment campaign:
316Nyārā arthāt mukt . 317Saṅskār kē ūpar bhī jhukāv nahī̃ . 318Jab kahtē hō kyā karū̃ , kaisē karū̃-tō us samay jīvanmukt huē yā jīvan-bandh ? 319Karnā nahī̃ chāhtē thē lēkin hō gayā-yah hai jīvan-bandh bannā .
121The practical fruit of service is to enable souls to have an experience – to give an experience together with the message is the practical, visible fruit of service.
320Ichchhā nahī̃ thī lēkin achchhā lag gayā , śhikṣhā dēnī thī lēkin krōdh ā gayā-yah hai jīvan-bandh sthiti .
122The message can be known at any time (even in the future), but the experience is the practical fruit.
321Brāhmaṇ arthāt jīvanmukt . 322Kabhī bhī kisī bandhan mē̃ bandh nahī̃ saktē . 323Achchhā ! 324Group nã . 5
123There is a great need for this and no one except you can give it.
325Saṅgaṭhan mē̃ rahtē bhī nyārā aur pyārā rahnā hī follow father karnā hai 326Yah variety group hai .
124There are many who can tell them things, but only you can give an experience.
327Sabsē achchhē tē achchhā group kiskō kahā jāyēgā , uskī viśhēṣhtā kyā hōgī ? 328Sabsē achchhā group vah hai jō group mē̃ rahtē huē bhī nirvighna rahē , santuṣhṭ rahē . 329Kōī akēlā nirvighna rahtā hai , yah kōī baṛī bāt nahī̃ . 330Lēkin baṛē saṅgaṭhan mē̃ bhī hō aur nirvighna bhī hō .
125Achcha.
331Tō āp sabhī saṅgaṭhan mē̃ rahtē nirvighna rahtē hō ? 332Kitnā bhī haṅgāmā hō lēkin svayã achal hō-aisē group kē|K hō ? 333Jaisē bāp akēlā tō nahī̃ hai nā , parivār vālā hai . 334Sabsē baṛē tē baṛā parivār bāp kā hai aur jitnā baṛā parivār utnā hī nyārā aur sarv kā pyārā hai .
126Avyakt BapDada meeting groups personally:
335Jitnī sēvā utnā nyārā . 336Tō follow father karnē vālē hō nā . 337Isīliyē āp sabkā yādgār yahā̃ achalghar banā huā hai .
127In order to become free from the waves of sorrow, perform actions as a karma yogi.
338Kitnā bhī kōī hilāvē , hilē̃gē nahī̃ . 339Ēk taraph ēk disturb karē , dūsrī taraph dūsrā disturb karē-tō kyā karē̃gē ?
128Do all of you experience yourselves to be elevated souls who are following shrimat?
340Kōī salvation nahī̃ milē , phir halchal hōgī ?
129The very name is shrimat.
341Kōī insult kar dē , phir halchal hōgī ?
130Shri means elevated.
342Achal arthāt chārō̃ ōr kitnā bhī kōī hilānē kī|key kōśhiśh karē lēkin saṅkalp mē̃ bhī achal .
131So, those who are following elevated directions would be elevated, would they not?
343Dēkhō , achchhē hō tab tō bāpdādā nē pasand karkē apnā banāyā hai . 344Achchhē haĩ aur sadā achchhē rahē̃gē .
132You have this spiritual intoxication, this unlimited intoxication, do you not?
345Achchhā-achchhā samajhnē sē achchhē hō hī jātē haĩ .
133Or, do you sometimes also have limited intoxication?
346Bāpdādā harēk bachchē mē̃ viśhēṣhtā hī dēkhtē haĩ .
134Therefore, always look at yourself.
347Viśhēṣhtā dēkhtē , varṇan kartē-kartē viśhēṣh ban hī jāyēṅgē . 348Kal thē , āj haĩ aur kal phir banē̃gē .
135While walking and moving around and performing actions, do you have unlimited spiritual intoxication?
349 āj aur kal mē̃ sārā drama ā gayā . 350Jitnā-jitnā sampūrṇ bantē jāyēṅgē tō yah smr̥iti spaṣhṭ hōtī jāyēgī . 351Jitnī smr̥iti spaṣhṭ hōtī hai utnā natural naśhā rahtā hai . 352Achchhā !
136Even if it is laborious work or ordinary work, you do not forget your elevated intoxication while performing those actions, do you?
353Chārō̃ ōr kē|K double vidēśhī bachchō̃ kō double naśhē mē̃ rahnē kī|key mubārak ! 354Ēk yād kā naśhā , ēk sēvā kā naśā-ḍabal naśhā hai nā . 355Achchhā hai , himmat bachchō̃ kī|key , madad bāp kī|key . 356Ôsṭrēliyā kē|K bachchē bhī jō chāhē vō kar saktē haĩ .
137It is ordinary mothers who live at home and serve the family, so do you remember that or do you remember that you are world mothers who are instruments for this task in order to benefit the world?
357Sirph kabhī gupta hō jātē haĩ , kabhī pratyakṣha hō jātē haĩ . 358Lēkin himmat aur madad kē|K bhī pātr haĩ .
138What would be the sign of those who have this spiritual intoxication?
359Achchhā , sabhī kō yād .
139They will remain happy.
360Group nã . 6 361Her|har brāhmaṇ brahmā bāp kā darpaṇ banē-yahī hai bāp kī|key śhrēṣhṭh āśh
140While performing any type of action, they will not come into any bondage of karma.
362Madhuban nivāsiyō̃ kō kitnē pratyakṣhaphal miltē haĩ ?
141They will remain loving and detached.
363Madhuban kī|key viśhēṣhtā kyā hai jō aur kahā̃ nahī̃ miltī ? 364Śhrēṣhṭh karmbhūmi par rahnē vālē sadā follow father kartē haĩ . 365Madhuban kī|key śhrēṣhṭhatā tō yah hai ki brahmā bāp kī|key viśhēṣh karmbhūmi hai . 366Tō madhuban nivāsī jō bhī karma kartē haĩ vō follow father kartē haĩ .
142To come into any bondage of karma means to become trapped in the karma, whereas those who are loving and detached do not come into the bondage of karma even while performing actions; they perform actions as karma yogis.
367Karmbhūmi mē̃ viśhēṣhtā karma kī hai . 368Tō karma mē̃ follow hai ? 369Jō bhī amr̥itvēlē sē lēkar rāt tak karma kartē hō usmē̃ follow father hai ?
143If you come into the bondage of karma, your happiness disappears because the actions are then not good.
370Madhuban nivāsiyō̃ kō aur extra karmbhūmi kī|key yād kā bal hai . 371Vah karma mē̃ dikhāī dētā hai vā dēnā hai , kyā kahē̃gē ? 372Āp apnē mē̃ dēkhtē hō ?
144However, when you perform actions as a karma yogi, you then will become free from waves of sorrow.
373Ēk-ēk kadam sāmnē lāō-uṭhanā-baiṭhanā , chalnā , bōlnā , sambandh-sampark mē̃ ānā-sabamē̃ brahmā bāp kē|K karma kō follow hai ?
145Because of always being detached, you remain loving.
374Karmbhūmi kā phāydā tō yahī hai nā . 375Tō itnā lābh lē rahē hō ?
146So, do you understand how you have to live?
376Śhaktiyā̃ kyā samajhtī haĩ ?
147Free from the bondage of karma.
377Karmbhūmi kā lābh jitnā madhuban lē saktā hai , utnā aurō̃ kō lēnē ānā paṛtā hai aur āpkō milā huā hai .
148No bondage of karma should pull you; perform actions as a master.
378Varadān-bhūmi hai , karmbhūmi hai .
149A master is detached, is he not?
379Tō her|har karma vardān yōgya hai jō kōī bhī dēkhē tō mukh sē vardān nikalē ? 380Iskō kahē̃gē varadān-bhūmi kā vardān lēnā .
150To enable actions to be performed as a master is known as being free from bondage.
381Chāhē sādhāraṇ karma kar rahē hō̃ lēkin sādhāraṇ karma mē̃ viśhēṣhtā dikhāī dē . 382Yahī madhuban kī|key viśhēṣhtā hai nā .
151Such souls will remain happy themselves and will also give happiness to others.
383Ismē̃ certificate lēnā hai .
152Do you live like this?
384Āj inkam-ṭaiksa kā certificate milā hai nā . 385Tō madhuban vālō̃ nē kaunsā certificate liyā hai ?
153You have heard a lot; now you have to do what you have heard.
386Lēnē vālē adhikārī tō hō hī .
154If you do, you will receive.
387Viśhēṣh brahmā bāp kī|key apnē karmbhūmi mē̃ rahnē vālō̃ kē prati yah viśhēṣh śhrēṣhṭh āśh hai ki madhuban kā ēk-ēk brāhmaṇ ātmā , śhrēṣhṭh ātmā her|har karma mē̃ brahmā bāp kē|K karma kā darpaṇ hō . 388Tō darpaṇ mē̃ kyā dikhāī dētā hai ? 389Yahī dikhāī dētā hai nā . 390Agar āp darpaṇ mē̃ khaṛē hōṅgē tō hū-ba-hū āp hī dikhāī dēgē yā dūsrā ?
155Do something now and receive its fruit now.
391Tō brahmā bāp kē|K karma āpkē karma kē|K darpaṇ mē̃ dikhāī dē̃ .
156Do mothers ever experience waves of sorrow?
392Bhāgyavān hō-yah tō sadā sabhī kahtē bhī haĩ aur haĩ bhī .
157Do you sometimes cry in your mind?
393Lēkin her|har karma mē̃ brahmā bāp kē|K karma dikhāī dē̃ .
158Anyone can cry in their mind.
394Yah certificate kaun lēgā aur kab lē̃gē ?
159So, shrimat says to remain constantly happy.
395Lēnā tō hai nā . 396Yā lē liyā hai ?
160Shrimat does not say that you can sometimes cry.
397Jisnē yah certificate lē liyā hai ki her|har karma mē̃ brahmā bāp kē|K karma dikhāī dē rahē haĩ , unkā bōl , brahmā kā bōl samān , uṭhnā-baiṭhnā , dēkhnā , calanā-sab samān .
161You have cried in your mind and with your eyes over a long period of time; Ravan made you cry, did he not?
398Aisā certificate liyā hai ? 399Jiskō lēnā hai vō hāth uṭhāō . 400Yah bhī achchhā hai . 401Kahnē sē pahlē karkē dikhāyēṅgē .
162However, you now belong to the Father in order to dance in happiness, not to cry.
402Lēkin yah lakṣhya rakhō ki her|har karma bāp samān hō .
163Your crying has now finished.
403Brahmā bāp kō follow karnā tō sahaj hai nā .
164To have waves of sorrow is also crying.
404Nirākārī bannā arthāt sadā nirākārī sthiti mē̃ sthit hōnā . 405Uskē bajāy karma mē̃ follow karnā ussē sahaj hai . 406Tō brahmā bāp tō sahaj kām dē rahā hai , muśhkil nahī̃ . 407Tō sabhī lakṣhya rakhō ki madhuban mē̃ jahā̃ dēkhē̃ , jiskō dēkhē̃-brahmā bāp kē|K karma dikhāī dē̃ .
165That is crying in the mind.
408Karma mē̃ sarvavyāpī brahmā kar saktē hō . 409Jahā̃ dēkhē̃ brahmā samān ! 410Hō saktā hai nā .
166Children of the Bestower of Happiness always remain swinging in happiness.
411Madhuban kī|key mahimā arthāt madhuban nivāsiyō̃ kī|key mahimā .
167Waves of sorrow cannot come to you.
412Madhuban kī|key dīvārō̃ kī|key mahimā nahī̃ hai , madhuban nivāsiyō̃ kī|key mahimā hai .
168It is when you forget the Father that they come.
413Madhuban kī|key mahimā chārō̃ ōr sē rōj suntē hō nā .
169Therefore, become free from forgetting.
414Madhuban nivāsiyō̃ kī|key mahimā jō hōtī hai vah kiskī hai ? 415Āp sabkī hai nā . 416Naśhā tō rahtā hai ki ham madhuban nivāsī haĩ .
170Whatever weaknesses still remain, sacrifice them in the great sacrificial fire.
417Jaisē yah naśhā hai vaisē yah naśhā bhī pratyakṣha dikhāī dē ki yah brahmā bāp kē|K samān follow father karnē vālē haĩ .
171Do not take them back with you; sacrifice them here before you go.
418Achchhā ! 419Sabhī santuṣhṭ hō ? 420Kuchh salvation chāhiyē ? 421Salvation kī|key bhūmi mē̃ baiṭhē hō .
172You know how to sacrifice them, do you not?
422Kitnē bēphikr baiṭhē hō ! 423Śharīr kī|key mēhnat kartē hō , aur tō sab banā banāyā miltā hai .
173To have a determined thought means to sacrifice them.
424Jō śharīr kī|key mēhnat nahī̃ kartē haĩ unkō exercise kī|key mēhnat karātē haĩ . 425Āp tō lucky hō nā jō exercise nahī̃ karnā paṛē . 426Hāth-pā̃v chaltē rahtē haĩ . 427Jitnā jō hard work ( kaṭhin pariśhram ) kartā hai utnā vah safe hai-māyā sē bhī aur śharīr kī|key vyādhiyō̃ sē bhī .
174Achcha.
428Buddhi tō busy rahtī hai nā .
175Everyone’s desire has been fulfilled.
429Aur phāltū tō kuchh nahī̃ chalēgā . 430Tō jō sadā busy rahtē haĩ vē|way bahut lucky haĩ .
176You are fortunate that you are able to meet in this way.
431Isliyē apnē kō free nahī̃ karnā .
177Who knows what will happen in the future?
432Chalō , bahut samay kar liyā , ab free hō jāyē̃ . 433Busy rahnā khuśhnasīb kī|key niśhānī hai .
178However much of this fortune you are receiving, continue to take as much.
434Khuśhnasīb hō nā .
179Continue to fly.
435Apnē kō sadā busy rakhnā . 436Achchhā ! 437Madhuban nivāsiyō̃ kō pahlā chance milā hai . 438Yah bhī lakka hai .
180Just remember that you are great and that you have to make others great.
439Abhī bāpdādā kō karkē dikhānā . 440Samjhā ?
181* * * O MS H A N T I * * *