शनिवार 3 अक्टूबर 1992 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 103-10-92 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 03-10-92 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Brāhmaṇ arthāt sadā śhrēṣhṭh bhāgya K|kē adhikārī 3Paramātm-pālnā mē̃ palnē vālē sarvaśhrēṣhṭha bachchō̃ prati bhāgyavidhātā bāpdādā bōlē - 4Āj bhāgyavidhātā bāpdādā apnē sarv bachchō̃ kā śhrēṣhṭh bhāgya dēkh harṣhit hō rahē haĩ . 5Itnā śhrēṣhṭh bhāgya aur itnā sahaj prāpt hō-aisā bhāgya sārē kalp mē̃ sivāē āp brāhmaṇ ātmāō̃ K|kē aur kisī kā bhī nahī̃ haĩ .
1A Brahmin means one who always has a right to elevated fortune.
6Sirph āp brāhmaṇ ātmāē is bhāgya K|kē adhi-kārī hō . 7Yah brāhmaṇ janm milā hī hai kalp pahlē K|kē bhāgya anusār .
2Today, BapDada, the Bestower of Fortune is pleased to see the elevated fortune of all His children.
8Janm hī śhrēṣhṭh bhāgya K|kē ādhār par hai . 9Kyōṅki brāhmaṇ janm svayã bhagvān dvārā hōtā hai .
3No one in the whole cycle apart from you Brahmin souls can receive such elevated fortune so easily.
10Anādi bāp aur ādi brahmā dvārā yah alaukik janm prāpt huā hai .
4Only you Brahmin souls have a right to this fortune.
11Jō janm hī bhāgyavidhātā dvārā huā hai , vah janm kitnā bhāgyavān huā !
5You have received this Brahmin birth according to the fortune of the previous cycle.
12Apnē is śhrēṣhṭh bhāgya kō sadā smr̥iti mē̃ rakh harṣhit rahtē hō ? 13Sadā smr̥iti pratyakṣh-svarūp mē̃ hō , sadā man mē̃ emerge karō . 14Sirph dimāg mē̃ samāyā huā hai-aisē nahī̃ .
6You have taken birth on the basis of your elevated fortune because Brahmin birth is given by God Himself. 7You have received this alokik birth from the eternal Father through the original Brahma.
15Lēkin her|har chalan aur chēhrē mē̃ smr̥itisvarūp pratyakṣha rūp mē̃ svayã kō anubhav hō aur dūsrō̃ kō bhī dikhāī dē ki inhō̃ key|kī chalan mē̃ , chēhrē mē̃ śhrēṣhṭh bhāgya key|kī lakīr spaṣhṭ dikhāī dētī hai . 16Kitnē prakār K|kē bhāgya prāpt haĩ , uskī list sadā mastak par spaṣhṭ hō . 17Sirph diary mē̃ list nahī̃ hō lēkin mastak bīch bhāgya key|kī lakīr chamaktī huī dikhāī dē . 18Pahlā bhāgy-janma hī bhāgyavidhātā dvārā huā hai .
8How fortunate would be the birth that you have received through the Bestower of Fortune!
19Dūsrī bāt-aisā kisī bhī ātmā vā dharmātmā , mahān ātmā kā bhāgya nahī̃ jō svayã bhagvān ēk hī bāp bhī hō , śhikṣhak bhī hō aur satgurū bhī hō . 20Sārē kalp mē̃ aisā kōī hai ? 21Ēk hī dvārā bāp K|kē sambandh sē varsā prāpt hai , śhikṣhak K|kē rūp sē śhrēṣhṭh paṛhāī aur pad key|kī prāpti hai , satgurū K|kē rūp mē̃ mahāmantra aur vardān key|kī prāpti hai . 22Varsē mē̃ sarv khazānō̃ kā adhikār prāpt kiyā hai .
9Do you remain happy always keeping this elevated fortune of yours in your awareness?
23Sarv khazānē haĩ nā . 24Kōī khazānē key|kī kamī hai ? 25Teachers kō kōī kamī hai ?
10This awareness should always be in a visible form; let it always be emerged in your mind.
26Makān baṛā hōnā chāhiē , jigyāsu achchhē-achchhē hōnē chāhiē - yah kamī hai ? 27Nahī̃ hai . 28Jitnī sēvā nirvighna baṛhtī hai tō sēvā kē sāth sēvā K|kē sādhan sahaj aur svataḥ baṛhtē hī haĩ . 29Bāp dvārā varsā aur śhrēṣhṭh pālnā mil rahī hai .
11It should not be that you think it is merged in your mind anyway, but you yourself should experience and others should also see, in your every activity and on your face, the visible form of you being an embodiment of awareness: that the line of elevated fortune is clearly visible in your activity and on your face.
30Paramātma pālnā kitnī ūñchī bāt hai ! 31Bhakti mē̃ gātē haĩ paramātmā pālanhār hai .
12The list of how many types of fortune you have should always be clearly visible on your forehead.
32Lēkin āp bhāgyavān ātmāē her|har kadam paramātma pālnā K|kē dvārā hī anubhav kartē hō . 33Paramātma śhrīmat hī pālnā hai .
13Let the list not just be in your diary, but the line of fortune should be visibly sparkling in the centre of your forehead.
34Binā śhrīmat arthāt paramātm-pālnā K|kē ēk kadam bhī nahī̃ uṭhā saktē . 35Aisī pālnā sirph abhī prāpt hai , satyug mē̃ bhī nahī̃ milēgī . 36Vah dēv ātmāō̃ key|kī pālnā hai aur abhī paramātma pālnā mē̃ chal rahē hō . 37Abhī pratyakṣha anubhav sē kah saktē hō ki hamārā pālanhār svayã bhagvān hai .
14The first fortune: You have taken birth through the Bestower of Fortune.
38Chāhē dēśh mē̃ hō , chāhē vidēśh mē̃ hō lēkin her|har brāhmaṇ ātmā phalak sē kahēgī ki hamārā pālanhār param ātmā hai . 39Itnā naśhā hai !
15Secondly: It is not in the fortune of any soul, any righteous or great soul to have the fortune of having God Himself as the Father, Teacher and Satguru.
40Ki kab merge hō jātā hai , kab emerge hōtā hai ?
16Is there anyone like that in the whole cycle?
41Janmatē hī bēhad K|kē khazānō̃ sē bharpūr hō avināśhī varsē kā adhikār lē liyā . 42Sāth-sāth janmatē hī trikāldarśhī sat śhikṣhak nē tīnō̃ kālō̃ key|kī paṛhāī kitnī sahaj vidhi sē paṛhāī !
17From the One, in the relationship of the Father, you receive the inheritance, from the Teacher you receive the elevated study and the attainment of a status, and from the form of the Satguru you receive the great mantra and blessings.
43Kitnī śhrēṣhṭh paṛhāī hai aur paṛhānē vālā bhī kitnā śhrēṣhṭh hai !
18You received a right to all the treasures as your inheritance.
44Lēkin paṛhāyā kinhō̃ kō hai ?
19You have all the treasures, do you not?
45Jinhō̃ mē̃ duniyā key|kī nāummīd hai unhō̃ kō ummīdvār banāyā . 46Na sirph paṛhāyā lēkin paṛhāī paṛhnē kā lakṣhya hī hai ūñch tē ūñch pad prāpt karnā . 47Paramātm-paṛhāī sē jō śhrēṣhṭh pad prāpt kar rahē hō , aisā pad sārē world K|kē ūñchē tē ūñchē pad kē āgē kitnā śhrēṣhṭh hai ! 48Anādi sr̥iṣhṭi-chakra K|kē andar dvāpar sē lēkar abhī tak jō bhī vināśhī pad prāpt huē haĩ , unhō̃ mē̃ sarvaśhrēṣhṭha pad pahlē rājya-pad gāyā huā hai .
20Do you lack any treasure?
49Lēkin āpkē rājya-pad kē āgē vah rājya-pad kyā hai ? 50Śhrēṣhṭh hai ?
21Do the teachers lack anything? 22“We should have a big house.”
51Ājkal kā śhrēṣhṭh tē śhrēṣhṭh pad president , prime minister hai .
23“We should have good students.” 24Is this lacking?
52Baṛē tē baṛī paṛhāī dvārā filōsōphar banē̃gē , cēyaramēn , director ādi ban jāyēṅgē , baṛē tē baṛē officer ban jāyēṅgē . 53Lēkin yah sab pad āpkē āgē kyā haĩ ! 54Āpkō ēk janm mē̃ janm-janm kē liē śhrēṣhṭh pad prāpt hōnē key|kī paramātm-guaranṭee hai aur us ēk janm key|kī paṛhāī dvārā ēk janm bhī pad prāpt karānē key|kī kōī guarantee nahī̃ . 55Āp kitnē bhāgyavān hō jō pad bhī sarvaśhrēṣhṭha aur ēk janm key|kī paṛhāī aur anēk janm pad key|kī prāpti !
25No.
56Tō bhāgya hai nā ! 57Chēhrē sē dikhāī dētā hai ? 58Chalan sē dikhāī dētā hai ? 59Kyōṅki chāl sē manuṣhya K|kē hall|hāl kā patā lagtā hai .
26The more that service free from obstacles increases, the more the facilities also increase easily and automatically with the growth in service.
60Aisī chāl hai jō āpkē itnē śhrēṣhṭh bhāgya kā hall|hāl dikhāī dēvē ? 61Yā abhī sādhāraṇ lagtē hō ?
27You are receiving the inheritance and elevated sustenance from the Father.
62Kyā hai ? 63Sādhāraṇtā mē̃ mahāntā dikhāī dē .
28Godly sustenance is such a great thing!
64Jab āpkē jaṛ chitra abhī tak mahāntā kā anubhav karātē haĩ . 65Ab bhī kaisī bhī ātmā kō lakṣhmī-nārāyaṇ vā sītā-rām vā dēviyā̃ banā dētē haĩ tō sādhāraṇ vyakti mē̃ bhī mahāntā kā anubhav kar sir jhukātē haĩ nā . 66Jāntē bhī haĩ ki yah vāstav mē̃ nārāyaṇ vā rām ādi nahī̃ haĩ , banāvṭī haĩ , phir bhī us samay mahāntā kō sir jhukātē haĩ , naman-pūjan kartē haĩ . 67Lēkin āp tō svayã chaitanya dēv-dēviyō̃ key|kī ātmāē hō .
29On the path of devotion, people sing, “God is the Sustainer”.
68Āp chaitanya ātmāō̃ sē kitnī mahāntā key|kī anubhūti hōnī chāhiē ! 69Hōtī hai ?
30However, you fortunate souls experience being under God’s sustenance at every step.
70Āpkē śhrēṣhṭh bhāgya kō man sē namaskār karē̃ , hāth vā sir sē nahī̃ . 71Lēkin man sē āpkē bhāgya kā anubhav kar svayã bhī khuśhī mē̃ nāchē̃ . 72Itnī śhrēṣhṭh paṛhāī kī prāpti śhrēṣhṭh bhāgya hai . 73Lōg paṛhāī paṛhtē hī haĩ is jīvan K|kē śharīr nirvāh arth|earth kamāī kē liē jiskō source of income kahā jātā hai .
31God’s shrimat is your sustenance.
74Āpkī paṛhāī dvārā source of income kitnā hai ? 75Mālāmāl hō nā .
32You cannot take even one step without shrimat, that is, without God’s sustenance.
76Āpkī income kā hisāb kyā hai ? 77Unkā hisāb hōgā lākhō̃ mē̃ , karōṛō̃ mē̃ .
33It is only at this time that you receive such sustenance; you will not receive such sustenance even in the golden age.
78Lēkin āpkā hisāb kyā hai ? 79Āpkī kitnī income hai ? 80Kadam mē̃ padma .
34That is sustenance through deity souls whereas you are now moving along being sustained by God.
81Tō sārē din mē̃ kitnē kadam uṭhātē hō aur kitnē padma jamā kartē hō ? 82Itnī kamāī aur kiskī hai ?
35At present, you can say from your practical experience that the One sustaining you is God Himself.
83Kitnā baṛā bhāgya hai āpkā ! 84Tō aisē apnī paṛhāī K|kē bhāgya kō emerge rūp mē̃ anubhav karō .
36Whether you are in this land or abroad, each one of you can say with that sparkle of intoxication that your Sustainer is God.
85Kisī sē pūchhtē haĩ tō kahtē haĩ-brahmākumār aur brahmākumārī tō haĩ , ban tō gayē haĩ . 86Lēkin brahmākumār vā brahmākumārī arthāt śhrēṣhṭh bhāgya key|kī lakīr mastak mē̃ chamaktī dikhāī dē . 87Aisē nahī̃ ki brahmākumār vā brahmākumārī tō haĩ lēkin mil jāyēgā , kuchh tō ban hī jāyēṅgē , chal tō rahē hī haĩ , ban tō gayē hī haĩ … .
37Do you have such intoxication?
88Ban gayē haĩ yā bhāgya kō dēkhkar K|kē uṛ rahē haĩ ?
38Or, does this sometimes become merged and sometimes remains emerged?
89Ismē̃ ban tō gayē haĩ , ban hī rahē haĩ , chal hī rahē haĩ … yē bōl kiskē haĩ ?
39From birth you are full of unlimited treasures and you have claimed a right to the imperishable inheritance.
90Śhrēṣhṭh bhāgyavān K|kē yē bōl haĩ ? 91Brahmākumār aur brahmākumārī arthāt mauj sē mōhabbat key|kī jīvan bitānē vālē .
40Together with that, as soon as you took birth, the true Trikaldarshi Teacher has taught you the study of the 3 aspects of time in such an easy way.
92Aisē nahī̃ ki kabhī majbūrī , kabhī mōhabbat . 93Jab kōī samasyā ātī hai tō kyā kahtē hō ?
41The study is so elevated and the One who is teaching you is also so elevated.
94Chāhtē nahī̃ haĩ lēkin majbūr hō gayē haĩ .
42However, look at those He is teaching!
95Bhāgyavān arthāt majbūrī khatm , mōhabbat sē chalnē vālē .
43He has created hope in those in whom the world has no hope.
96Chāhtē tō haĩ lēkin … - aisī bhāṣhā bhāgyavān brāhmaṇ ātmāō̃ key|kī nahī̃ hai .
44Not only does He teach them, but the very aim of studying is to attain the highestonhigh status.
97Bhāgyavān ātmāē mōhabbat K|kē jhūlē mē̃ mauj mē̃ uṛtī haĩ . 98Uṛtī kalā key|kī mauj mē̃ rahtī haĩ . 99Majbūrī unkē āgē ā nahī̃ saktī .
45The elevated status that you attain through this Godly study is so elevated that it is even more elevated than the highestonhigh status you would get in the whole world.
100Samjhā ? 101Apnā śhrēṣhṭh bhāgya merge nahī̃ rakhō , emerge karō . 102Tīsrī bāt-satagurū dvārā kyā bhāgya prāpt huā ? 103Pahlē tō mahāmantra milā .
46Within the eternal world cycle, whatever perishable status there is to be attained from the copper age to now, the most elevated status that has been remembered is a royal status.
104Satgurū kā mahāmantra kyā milā ? 105Pavitra banō , yōgī banō .
47However, what is that royal status compared to your royal status?
106Janmatē hī yah mahāmantra satgurū dvārā prāpt huā aur yahī mahāmantra sarv prāptiyō̃ key|kī chābī sarv bachchō̃ kō milī . 107 yōgī jīvan , pavitra jīvan hī sarv prāptiyō̃ kā ādhār hai . 108Isliē yah chābī hai . 109Agar pavitratā nahī̃ , yōgī jīvan nahī̃ tō adhikārī hōtē huē bhī adhikār key|kī anubhūti nahī̃ kar sakē̃gē .
48Is it elevated?
110Isliē yah mahāmantra sarv khazānō̃ K|kē anubhūti key|kī chābī hai .
49The most elevated status of today is to be a President or a Prime Minister.
111Aisī chābī kā mahāmantra satgurū dvārā sabhī kō śhrēṣhṭh bhāgya mē̃ milā hai aur sāth-sāth satgurū dvārā vardān prāpt huē haĩ .
50Through the highest study, some would become philosophers, some would become chairmen, directors etc. or they would become the most senior officers.
112Vardānō̃ key|kī list tō bahut lambī hai nā ! 113Kitnē vardān milē haĩ ?
51However, what are all of those levels of status compared to the status that you receive?
114Itnē vardānō̃ kā bhāgya prāpt hai jō vardānō̃ sē hī sārī brāhmaṇ jīvan bitā rahē hō aur bitā saktē hō . 115Kitnē vardān haĩ , list kā mālūm hai ? 116Tō varsā bhī hai , paṛhāī bhī hai , mahāmantra key|kī chābī aur vardānō̃ key|kī khān bhī hai . 117Tō kitnē bhāgyavān hō !
52In this one birth, you receive God’s guarantee to attain the most elevated status for birth after birth whereas in that worldly study of one birth you don’t have any guarantee of attaining a status for even one birth.
118Yā chhipā kar rakhā hai , āgē chal ant mē̃ khōlē̃gē ? 119Bahutkāl sē bhāgya key|kī anubhūti karnē vālē ant mē̃ bhī padmāpadma bhāgyavān pratyakṣha hōṅgē .
53You are so fortunate that you receive the most elevated status, and in this study of just one birth you attain a status for many births.
120Ab nahī̃ tō ant mē̃ bhī nahī̃ .
54So that is fortune, is it not?
121Abhī hai tō ant mē̃ bhī hai . 122Aisē kabhī nahī̃ sōchnā ki sampūrṇ tō ant mē̃ bannā hai . 123Sampūrṇtā key|kī jīvan kā anubhav abhī sē ārambh hōgā tab ant mē̃ pratyakṣha rūp mē̃ āyēṅgē . 124Abhī svayã kō anubhav hō , aurō̃ kō anubhav hō , jō samīp samparka mē̃ āyē haĩ unhō̃ kō anubhav hō aur ant mē̃ viśhva mē̃ pratyakṣha hōgā .
55Is it visible on your face?
125Samjhā ? 126Bāpdādā āj sarv bachchō̃ K|kē bhāgya key|kī śhrēṣhṭh lakīr kō dēkh rahē thē .
56Is it visible in your activity? 57From their behaviour, you can tell their state.
127Jitnā bāp nē bhāgya dēkhā utnā hī bachchē sadā anubhav cum|kam kartē haĩ .
58Is your behaviour such that the state of your elevated fortune is visible through that?
128Bhāgya key|kī khān sabhī kō prāpt hai .
59Or, do you still seem to be ordinary?
129Lēkin kōī kō kārya mē̃ lagānā ātā hai aur kōī kō kārya mē̃ lagānā nahī̃ ātā hai . 130Jitnā lagā saktē utnā nahī̃ lagātē haĩ . 131Milā sabkō ēk jaisā hai lēkin khazānē kō kārya mē̃ lagākar bāp kā khazānā sō apnā khazānā anubhav karanā-isamē̃ number-vār haĩ . 132Bāp nē number-vār nahī̃ diyā , diyā sabkō number one hai lēkin kārya mē̃ lagānā-isamē̃ apnē āp number banā diyē haĩ .
60What is it?
133Samjhā , number kyō̃ banē haĩ ? 134Jitnā use karē̃gē , kārya mē̃ lagāyēṅgē , utnā baṛhtā jāyēgā .
61Greatness should be visible in ordinariness, since even your nonliving images even now give the experience of greatness.
135Merge karkē rakh dēgē tō baṛhēgā nahī̃ aur svayã bhī anubhav nahī̃ karē̃gē tō dūsrō̃ kō bhī anubhav nahī̃ karā sakē̃gē . 136Isliē chalan aur chēhrē mē̃ lāō . 137Samjhā , kyā karnā hai ? 138Jō bhī number āvē achchhā hai .
62Even now, if you were to dress any soul as Lakshmi and Narayan, or Rama and Sita, or any other goddess, people would experience such greatness in those ordinary beings and bow down to them.
139Chalō , 108 nahī̃ tō 16000 mē̃ hī mil jāyē , kuchh tō banē̃gē . 140Lēkin 16 hajār key|kī mālā sadā nahī̃ japī jātī , kahā̃-kahā̃ aur kabhī-kabhī japtē haĩ . 141108 key|kī mālā tō sadā japtē rahtē haĩ . 142Ab maĩ kaun ?
63They know that those people are not really Narayan or Rama, that they are not real but, nevertheless, they would bow down to them due to their greatness; people salute and worship them.
143- yah svayã jānō . 144Agar bāp kahē̃gē vā aur kōī kahē̃gē ki āp tō 16000 mē̃ āyēṅgē tō kyā kahē̃gē ?
64However, you are the souls in living form of the gods and goddesses.
145Mānē̃gē ? 146Question-mark śhurū hō jāyēṅgē . 147Isliē apnē āpkō jānō-maĩ kaun ? 148Achchhā !
65There should be such greatness experienced through you souls in the living form.
149Chārō̃ ōr K|kē sarvaśhrēṣhṭha bhāgyavān ātmāō̃ kō , sarv janm sē prāpt paramātm-janma adhikārī ātmāō̃ kō , sarv bāp dvārā śhrēṣhṭh varsā aur paramātm-pālnā lēnē vālē , sat śhikṣhak dvārā śhrēṣhṭh paṛhāī kā śhrēṣhṭh pad aur śhrēṣhṭh kamāī karnē vālē , satgurū dvārā mahāmantra aur sarv vardān prāpt karnē vālē-aisē ati śhrēṣhṭh padmāpadma , her|har kadam mē̃ padma jamā karnē vālī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō bāpdādā kā yād , pyār aur namastē . 150Avyakt bāpdādā key|kī personal mulākāt 151Group nã . 1 152Yathārth sēvā vā yathārth yād kī niśhānī hai-nirvighna rahnā aur nirvighna banānā
66Is this experienced?
153Sadā apnē śhrēṣhṭh bhāgya K|kē gīt svataḥ hī man mē̃ bajtē rahtē haĩ ? 154Yah anādi avināśhī gīt hai .
67They should salute your elevated fortune in their minds, not with their hands or their head.
155Iskō bajānā nahī̃ paṛtā lēkin svataḥ hī bajtā hai . 156Sadā yah gīt bajnā arthāt sadā hī apnē khuśhī K|kē khazānē kō anubhav karnā .
68They themselves should also dance in happiness from experiencing your fortune in their mind.
157Sadā khuśh rahtē hō ? 158Brāhmaṇō̃ kā kām hī hai khuśh rahnā aur khuśhī bā̃ṭanā .
69The attainment of such an elevated study is elevated fortune.
159Isī sēvā mē̃ sadā busy rahtē hō ? 160Vā kabhī bhūl bhī jātē hō ? 161Jab māyā ātī hai phir kyā kartē hō ?
70People have an education in order to earn an income for the livelihood of their body, which is also called a source of income.
162Jitnā samay māyā rahtī hai utnā samay khuśhī kā gīt band hō jātā hai .
71How much source of income do you have through this study?
163Bāp kā sadā sāth hai tō māyā ā nahī̃ saktī .
72You are prosperous, are you not?
164Māyā ānē K|kē pahlē bāp kā sāth alag karkē akēlā banātī hai , phir war|vār kartī hai . 165Agar bāp sāth hai tō māyā namaskār karēgī , war|vār nahī̃ karēgī . 166Tō māyā kō jab achchhī tarah sē jān gayē hō ki yah duśhman hai , tō phir ānē kyō̃ dētē hō ? 167Sāth chhōṛ dētē hō nā , isliē māyā kō ānē kā darvājā mil jātā hai .
73What is the calculation of your income?
168Darvājē kō double lock lagāō , ēk lock nahī̃ . 169Ājkal ēk lock nahī̃ chaltā .
74Their calculation would be in terms of hundreds of thousands or millions, but what is your calculation?
170Tō double lock hai-yād aur sēvā .
75How much income do you have?
171Sēvā bhī nisvārth sēvā-yahī lock hai .
76Multimillions at every step.
172Agar nisvārth sēvā nahī̃ tō vah lock ḍhīlā lock hō jātā hai , khul jātā hai . 173Yād bhī śhaktiśhālī chāhiē .
77So, how many steps do you take in the whole day and how many multimillions do you accumulate?
174Sādhāraṇ yād hai tō bhī lock nahī̃ kahē̃gē .
78Does anyone else have such an income?
175Tō sadā check karō-yād tō hai lēkin sādhāraṇ yād hai yā śhaktiśhālī yād hai ? 176Aisē hī , sēvā kartē hō lēkin nisvārth sēvā hai yā kuchh na kuchh svārtha bharā hai ? 177Sēvā kartē huē bhī , yād mē̃ rahtē huē bhī yadi māyā ātī hai tō jarūr sēvā athavā yād mē̃ kōī kamī hai . 178Sadā khuśhī K|kē gīt gānē vālī śhrēṣhṭh bhāgyavān ātmāē haĩ-is smr̥iti sē āgē baṛhō .
79You have such great fortune.
179Yathārth yōg vā yathārth sēvā-yah niśhānī hai nirvighna rahnā aur nirvighna banānā .
80So, experience the fortune of your study in an emerged way.
180Nirvighna hō yā kabhī-kabhī vighna ātā hai ? 181Phir kabhī pās|pass hō jātē hō , kabhī thōṛā fail hō jātē hō .
81If you asked anyone, they would say, “I am a Brahma Kumar or Brahma Kumari.
182Kōī bhī bāt ātī hai , usmē̃ agar kisī bhī prakār key|kī jarā bhī feeling ātī hai-yah kyō̃ , yah kyā … tō feeling ānā mānā vighna . 183Sadaiv yah sōchō ki vyarth feeling sē parē , feeling-proof ātmā ban jāyē̃ . 184Tō māyājīt ban jāyēṅgē . 185Phir bhī , dēkhō-bāp K|kē ban gayē , bāp kā bananā-yah kitnī khuśhī key|kī bāt hai !
82I have become that…”
186Kabhī svapn mē̃ bhī nahī̃ sōchā ki bhagvān K|kē itnē samīp sambandh mē̃ āyēṅgē ! 187Lēkin sākār mē̃ ban gayē !
83However, to be a Brahma Kumar and Brahma Kumari means the line of elevated fortune should be seen sparkling on your forehead.
188Tō kyā yād rakhē̃gē ? 189Sadā khuśhī K|kē gīt gānē vālē . 190Yah khuśhī K|kē gīt kabhī bhī samāpt nahī̃ hō saktē haĩ . 191Teachers kā arth|earth hī hai apnē features sē sabkō phariśhtē K|kē features anubhav karānē vālī .
84It isn’t that you are a Brahma Kumar or Brahma Kumari anyway, that you will anyway receive the fortune, that you will become something, that you are moving along anyway, that you have become this anyway.
192Aisī teachers hō ? 193Sādhāraṇ rūp nahī̃ dikhāī dē , sadā phariśhtā rūp dikhāī dē .
85Do you say that you have become a BK or are you flying seeing your fortune?
194Kyōṅki teachers nimitt hō nā . 195Tō jō nimitt bantē haĩ vō jō svayã anubhav kartē haĩ vah aurō̃ kō karātē haĩ .
86Who would speak the words, “Well, I have become this…, I am becoming this…, I am moving along…”?
196Yah bhī bhāgya hai jō nimitt banē hō .
87Are these the words of someone who is greatly fortunate?
197Abhī isī bhāgya kō svayã anubhav mē̃ baṛhāō aur dūsrō̃ kō anubhav karāō .
88A Brahma Kumar or Brahma Kumari means one who lives a pleasurable life of love.
198Sabsē viśhēṣh bāt anubhavī mūrt banō . 199Group nã . 2
89It should not be that sometimes there is compulsion and sometimes there is love.
200 mērā bābā smr̥iti mē̃ lānā arthāt sarv prāptiyō̃ K|kē bhaṇḍārē bharpūr hōnā 201Sabsē sahaj sadā śhaktiśhālī rahnē key|kī vidhi kyā hai jis vidhi sē sahaj aur sadā nirvighna bhī rah saktē haĩ aur uṛtī kalā kā bhī anubhav kar saktē haĩ ? 202Sabsē sahaj vidhi hai-aur kuchh bhī bhūl jāyē lēkin ēk bāt kabhī nahī̃ bhūlē - mērā bābā . 203 mērā bābā dil sē mānanā-yahī sabsē sahaj vidhi hai āgē baṛhnē key|kī .
90What do you say when a problem arises?
204Mērā-mērā mānnē kā saṅskār tō bahut samay kā hai hī .
91“I didn’t want it, but I am under compulsion..”
205Usī saṅskār kō sirph parivartan karnā hai . 206 anēk mērē kō ēk mērā bābā usmē̃ samānā hai .
92To be fortunate means all compulsion has finished; it means to move along with love.
207Ēk kō yād karnā sahaj hai nā aur ēk mērē mē̃ sab-kuchh ā jātā hai .
93I want it but… 94This is not the language of fortunate Brahmin souls.
208Tō sabsē sahaj vidhi hai - mērā bābā .
95Fortunate souls fly while rejoicing in the swings of love.
209 mērā śhabda aisā hai jō na chāhtē bhī yād ātī hai .
96They stay in the pleasure of the flying stage.
210 mērē kō yād nahī̃ karnā paṛtā lēkin svataḥ yād ātī hai . 211Bhūlnē key|kī kōśhiśh kartē bhī mērā nahī̃ bhūltā . 212Yōg agar kamjōr hōtā hai tō bhī kāraṇ mērā hai aur yōg śhaktiśhālī hōtā hai tō uskā bhī kāraṇ mērā hī hai . 213 mērā bābā - tō yōg śhaktiśhālī hō jātā hai aur mērā sambandh , mērā padārth-yah anēk mērā yād ānā arthāt yōg kamjōr hōnā .
97They cannot have any compulsion.
214Tō kyō̃ nahī̃ sahaj vidhi sē purūṣhārth mē̃ vr̥iddhi karō . 215Vidhi sē hī siddhi prāpt hōtī hai . 216Riddhi-siddhi alpkāl key|kī hōtī hai lēkin vidhi sē siddhi jō prāpt hōtī hai vah avināśhī hōtī hai . 217Tō yahā̃ riddhi-siddhi key|kī bāt nahī̃ hai lēkin vidhi sē siddhi prāpt karnī hai .
98Do you understand?
218Vidhi kō apnānā ātā hai yā muśhkil lagtā hai ?
99Do not keep your elevated fortune merged; let it emerge.
219Kam-jōr bannā arthāt muśhkil anubhav hōnā .
100Third fortune: What fortune did you receive from the Satguru?
220Binā kamjōrī K|kē muśhkil nahī̃ hōtā hai .
101Firstly, you received the great mantra.
221Tō kamjōr hō kyā ? 222Yā māyā kabhī-kabhī kamjōr banā dētī hai ?
102What was the great mantra you received from the Satguru?
223Agar mērā bābā yād ātā hai , tō bāp sarvśhaktivān hai nā , tō jaisā bāp vaisē bachchē . 224 mērā bābā yād ānē sē apnā master sarvśhaktivān kā svarūp yād ātā hai . 225 mērā bābā kahnē sē hī bāp kaun hai , vah smr̥iti mē̃ ātā hai . 226Tō master sarvśhaktivān bannē sē na kamjōr banē̃gē , na muśhkil anubhav karē̃gē .
103Be pure, be yogi.
227Sadā sahaj . 228Jitnā āgē baṛhtē jāyēṅgē utnā sahaj sē sahaj anubhav kartē jāyēṅgē .
104As soon as you took birth you received this great mantra from the Satguru.
229Ēk hī bāt kō sadā smr̥iti mē̃ rakhnā - mērā bābā . 230 mērā bābā smr̥iti mē̃ ānā aur sarv prāptiyō̃ K|kē bhaṇḍār anubhav hōnā .
105All the children received this great mantra which is the key to all attainments.
231Tō bhaṇḍārē bharpūr haĩ nā . 232Sab khazānē bharpūr haĩ ? 233Yā kōī haĩ , kōī nahī̃ haĩ ?
106“A yogi life and a pure life” is the basis of all attainments.
234Aisē nahī̃-sukh kā anubhav tō hōtā hai lēkin śhānti kā nahī̃ hōtā hai , śhakti kā nahī̃ hōtā . 235Sarv khazānō̃ K|kē mālik K|kē bālak haĩ . 236Bāp K|kē khazānē sō mērē khazānē haĩ . 237Tō jitnā bharpūr rahē̃gē , utnā jō bharpūr chīj hōtī hai vah kabhī halchal mē̃ nahī̃ ātī .
107This is why it is the key.
238Thōṛā bhī khālī hōtā hai tō halchal hōtī hai . 239Tō sadā bharpūr arthāt sadā achal . 240Halchal nahī̃ . 241Kabhī buddhi chañchal hō nahī̃ saktī hai .
108If there isn’t purity, if there isn’t a yogi life, then, although having a right, you will not be able to experience that right.
242Kisī bhī vikār K|kē vaśh hōnā arthāt buddhi chañchal hōnā . 243Achal haĩ aur sadā achal rahē̃gē . 244Achchhā ! 245Group nã . 3
109That is why this great mantra is the key to the experience of all treasures.
246Yād sē sab kārya svataḥ saphal hōtē haĩ , kahnē vā māṅgnē key|kī āvaśhyaktā nahī̃ 247Sadā aur sahaj yād kaun ātā hai ? 248 ( bābā ) bābā bhī kyō̃ yād ātā hai ? 249 ( pyārā hai ) tō jō pyārā hōtā hai usē yād kiyā nahī̃ jātā , uskī yād svataḥ ātī hai .
110You have all received the key of such a great mantra from the Satguru as your elevated fortune and, together with that, you have also received blessings from the Satguru.
250Ussē dil kā pyār hai , sachchā pyār hai , nisvārth pyār hai .
111The list of blessings is very long, is it not?
251Tō sabsē pyārā kaun ? 252Bāp .
112How many blessings have you received?
253Tō bāp kō bhulānā muśhkil hai yā yād karnā muśhkil hai ? 254Jab kōī aisī paristhiti ātī hai phir sthiti kaisī hōtī hai ? 255Phir yād karnā paṛtā hai yā yād svataḥ ātī hai , kyā hōtā hai ?
113You have received the fortune of so many blessings that you are living and can live your whole Brahmin life on the basis of those blessings.
256Paristhiti kā arth|earth hī hai - par-sthiti . 257Sva nahī̃ hai , par hai .
114Do you know how many blessings you have?
258Dūsrē dvārā ānē vālī sthiti - uskō kahtē haĩ par-sthiti . 259Tō par-sthiti śhaktiśhālī hōtī hai yā sva-sthiti śhaktiśhālī hōtī hai ? 260Lēkin us samay kyā hōtā hai ? 261Us samay par-sthiti powerful hō jātī hai aur yād karnā paṛtā hai .
115Do you know the list?
262Mērā bābā , pyārā bābā-tō pyārē kō kabhī bhūl nahī̃ saktē . 263Aur nisvārth pyār sivāē bāp K|kē kisī ātmā sē mil nahī̃ saktā .
116So, you have the inheritance, you have the study, you have the key to the great mantra and also the mine of blessings.
264Ātmā kō kōī na kōī apnē prati svārtha rahtā hai . 265Lēkin param ātmā nisvārth hai , kyō̃ ? 266Kyōṅki param ātmā dātā hai , ātmā lēkar dēnē vālī hai . 267Ātmā svayã dātā nahī̃ hai lēkin lēkar dē saktī hai aur param ātmā svayã dātā hai .
117So, you are so fortunate!
268Āp kaun hō ? 269Master dātā hō nā . 270Vāstav mē̃ dēnā arthāt baṛhnā .
118Or, have you kept it hidden thinking that you will open it at some time later?
271Jitnā dētē hō utnā baṛhtā hai . 272Vināśhī khazānā dēnē sē kam hōtā hai aur avināśhī khazānā dēnē sē baṛhtā hai-ēk dō , hajār pāō .
119Those who have experienced fortune over a long period of time will be revealed as those who are multimillion times fortunate at the end too.
273Tō dēnā ātā hai ki sirph lēnā ātā hai ?
120If not now, then not at the end either.
274Dē kaun saktā hai ? 275Jō svayã bharpūr hai .
121If you are this now, you will be this at the end too.
276Agar svayã mē̃ hī kamī hai tō dē nahī̃ saktā .
122Never think that you will become complete at the end.
277Tō master dātā arthāt sadā bharpūr rahnē vālē , sampann rahnē vālē . 278Tō sahaj yād kyā huī ? 279 pyārā bābā .
123Only if the life of perfection begins now will it be revealed as such at the end.
280Matlab sē yād nahī̃ karō . 281Matlab sē yād karnē mē̃ muśhkil hōtā hai , pyār sē yād karnā sahaj hōtā hai . 282Matlab sē yād karnā yād nahī̃ , phariyād hōtī hai . 283Tō phariyād kartē hō ?
124Now, you yourself should experience it, others should experience it, those who are in close connection with you should experience it and at the end it will revealed to the world.
284Aisā kar dēnā , aisā karō nā , aisā hōnā chāhiē nā … - aisē kahtē hō ? 285Yād sē sarv kārya svataḥ hī saphal hō jātē haĩ , kahnē key|kī āvaśhyaktā nahī̃ . 286Saphaltā janmasiddh adhikār hai . 287Adhikār māṅgnē sē nahī̃ miltā , svataḥ miltā hai .
125Do you understand?
288Tō adhikārī hō yā māṅgnē vālē hō ? 289Adhikārī sadā naśhē mē̃ rahtē haĩ-mērā adhikār hai .
126Today, BapDada was seeing the elevated line of the fortune of all the children.
290Māṅgnā tō band hō gayā nā . 291Bāp sē bhī māṅgnā nahī̃ hai . 292Yah dē dō , thōṛī khuśhī dē dō , thōṛī śhānti dē dō … - aisē māṅgtē hō ?
127The Father saw the fortune, but the children don’t experience it to that same extent all the time.
293Bāp kā khazānā mērā khazānā hai .
128All of you have received the mine of fortune.
294Jab mērā khazānā hai tō māṅgnē key|kī kyā darkār hai . 295Tō adhikārī jīvan kā anubhav karnē vālē hō nā .
129However, some of you know how to use it whereas others do not know how to use it.
296Anēk janm bhikhārī banē , abhī adhikārī banē hō .
130You do not use it as much as you could.
297Sadā isī adhikār K|kē naśhē mē̃ rahō . 298Paramātma-pyār K|kē anubhavī ātmāē hō . 299Tō sadā isī anubhav sē sahajyōgī ban uṛtē chalō . 300Adhikārī ātmāyē̃ svapn mē̃ bhī māṅg nahī̃ saktī̃ .
131Everyone has received it to the same extent, but you are numberwise in using the treasures and experiencing the treasures to be yours to the extent that they are the Father’s treasures.
301Bālak sō mālik hō . 302Achchhā ! 303Group nã . 4
132The Father has not given them numberwise.
304Ēkras sthiti banānē K|kē liyē ēk key|kī yād mē̃ rahō , trustee banō 305Sadā ēkras sthiti mē̃ sthit rahnē key|kī sahaj vidhi kyā hai ?
133He has given everyone the number one treasure, but you have all given yourselves a number in using those treasures.
306Ēk key|kī yād ēkras sthiti banātī hai . 307Ēk bābā , dūsrā na kōī .
134Do you understand why the numbers were created?
308Kyōṅki ēk mē̃ sab samāyē huē haĩ . 309Jaisē bīj mē̃ sab samāyā huā hōtā hai nā .
135The more you use them, the more you apply them, the more they will increase.
310Vr̥ikṣha key|kī ēk-ēk chīj kō yād karnā muśhkil hai lēkin ēk bīj kō yād karō tō sab sahaj hai . 311Tō bāp bhī bīj hai . 312Jismē̃ sarv sambandhō̃ kā , sarv prāptiyō̃ kā sār samāyā huā hai .
136If you simply keep them merged, they will not multiply; neither will you be able to experience them nor will you be able to give others that experience.
313Ēk bāp kō yād karnā arthāt sār-svarūp bannā .
137Therefore, put them in your activity and on your face.
314Tō ēk bāp , dūsrā na kōī .
138Do you understand what you have to do?
315Yah ēk key|kī yād ēkras sthiti banātī hai . 316Aisē anubhav kartē hō ?
139Is it good to be happy with whatever number you receive?
317Yā pravr̥itti mē̃ rahtē hō tō dūsrā-tīsrā tō hōtā hai ? 318Mērā bachchā , mērā parivār-yah nahī̃ rahtā hai ?
140“OK, if not in the 108, then at least in the 16,000; at least I will become something!”
319Phir ēk bāp tō nahī̃ huā nā . 320 mērā parivār hai yā tērā parivār hai ?
141However, the beads of the rosary of 16,000 are not always turned.
321Trustee bankar sambhāltē hō yā gr̥ihasthī bankar sambhāltē hō ?
142They are only turned sometimes and only in some places.
322Trustee arthāt tērā aur gr̥ihasthī arthāt mērā .
143People turn the beads of the rosary of 108 all the time.
323Tō āp kaun hō ?
144“Now, who am I?”
324Mērā-mērā māntē kyā milā ?
145You have to know this yourself.
325Mērā yē , mērā yē … mērē-mērē K|kē vistār sē milā kyā ? 326Kuchh milā yā ganvāyā ? 327Jitnā mērā-mērā kahā , utnā hī mērā kōī nahī̃ rahā .
146If the Father or someone else were to tell you that you are in the 16,000 what would you say? 147Would you believe it?
328Tō trustee jīvan kitnī pyārī hai !
148You would begin to have question marks.
329Sambhā-latē huē bhī kōī bōjh nahī̃ , sadā halkē .
149Therefore, know yourself: “Who am I?”
330Dēkhō , gr̥ihasthī ban chalnē sē bōjh uṭhātē-uṭhātē kyā hall|hāl huā-tan bhī ganvāyā , man bhī aśhānt kiyā aur sachchā dhan bhī ganvā diyā . 331Tan kō rōgī banā diyā , man kō aśhānt banā liyā aur dhan mē̃ kōī śhakti nahī̃ rahī . 332Āj kā ēk hajār pahlē K|kē ēk rūpayē K|kē barābar hai . 333Tō dhan key|kī tākat chalī gaī nā .
150Achcha.
334Abhī jab bōjh uṭhānē kā bhī anubhav kar liyā aur halkē rahnē kā bhī anubhav kar liyā , tō anubhavī kabhī dhōkhā nahī̃ khātā . 335Kabhī bhī , kisī bhī bāt mē̃ agar māyā sē dhōkhā khātē tō dhōkhā khānē key|kī niśhānī kyā hai ? 336Duḥkh key|kī lahar . 337Jarā bhī duḥkh key|kī lahar saṅkalp mē̃ bhī ātī hai tō jarūr kahā̃ dhōkhā khāyā hai .
151To all the most elevated, fortunate souls everywhere, to all the souls who have taken a Godly birth and claimed a right from birth, to all those who have received their elevated inheritance from the Father and have taken Godly sustenance, to those who have received from the true Teacher the elevated status of an elevated study and who earn an elevated income, to those who have received from the Satguru the great mantra and all blessings, to such multimillion times fortunate, extremely elevated souls, to all the elevated souls who accumulate multimillions at every step, BapDada’s love, remembrance and namaste.
338Tō check karō ki kis bāt mē̃ dhōkhā milā , kyō̃ duḥkh key|kī lahar I|āī|eye ?
152Avyakt BapDada meeting groups personally:
339Sukhdātā K|kē bachchē hō . 340Tō sukhdātā K|kē bachchē kō duḥkh key|kī lahar ā saktī hai ? 341Svapn bhī badal gayē .
153The sign of accurate remembrance and accurate service is to be free from obstacles and to make others free from obstacles.
342Sukh K|kē svapn āyē̃ , khuśhī K|kē svapn āyē̃ , sēvā K|kē svapn āyē̃ , milan manānē K|kē svapn āyē̃ .
154Are the songs of your elevated fortune automatically being played in your mind? 155This is an eternal and imperishable song.
343Saṅskār bhī badal gayē tō svapn bhī badal gayē . 344Achchhā ! 345Group nã . 5
156You don’t have to play it, but it automatically plays continuously.
346Ever ready vah hai jō naṣhṭōmōhā smr̥itisvarūp hai 347Sadā apnē kō sarv prāpti-svarūp śhrēṣhṭh ātmā anubhav kartē hō ?
157For this song to be playing all the time means for you always to experience the treasures of your happiness.
348Kyōṅki prāpti-svarūp hī aurō̃ kō sarv prāpti karā saktā hai . 349Dēnē mē̃ lēnā svataḥ hī samāyā hai . 350Abhī apnē bahan-bhāiyō̃ kō bhikhārī dēkh rahm tō ātā hai nā . 351Jab paramātm-prāptiyō̃ K|kē adhikārī ban gayē tō pā liyā-sadā dil mē̃ yahī gīt gātē hō ?
158Do you always remain happy?
352Pānā thā sō pā liyā . 353Sampann ban gayē . 354Aisē sampann ban gayē yā vināśh tak banē̃gē ?
159It is the duty of Brahmins to remain happy and to distribute happiness.
355Agar samay sampann vā sampūrṇ banāyē tō rachnā powerful huī yā rachtā ? 356Tō samay par nahī̃ bannā hai , samay kō samīp lānā hai . 357Samay kā intzār karnē vālē nahī̃ hō . 358Jab pā liyā tō pānē key|kī khuśhī mē̃ rahnē vālē sadā hī ever ready rahtē haĩ .
160Do you always remain busy in this service?
359Kal bhī vināśh hō jāyē tō taiyār hō ?
161Or, do you sometimes forget?
360Yā thōṛā time chāhiē ?
162What do you do when Maya comes?
361Ever ready , naṣhṭōmōhā , smr̥itisvarūp - ismē̃ pās|pass hō ?
163For the duration of Maya’s stay, this song of happiness stops playing.
362Ever ready kā arth|earth hī hai-naṣṭōmōhā smr̥itisvarūp . 363Yā us samay yād āyēgā ki patā nahī̃ bachchē kyā kar rahē hōṅgē , kahā̃ hōṅgē , chhōṭē-chhōṭē pōtrō̃ kā kyā hōgā ? 364Yahī̃ vināśh hō jāyē tō yād āyēṅgē ? 365Pati kā bhī kalyāṇ hō jāyē , pōtrē kā bhī kalyāṇ hō jāyē , unhō̃ kō bhī yahā̃ lē āyē̃-yād āyēgā ?
164If you constantly have the Father’s company, Maya cannot come.
366Business kā kyā hōgā , paisē kahā̃ jāyēṅgē ? 367Rāstē ṭūṭ jāyē̃ phir kyā karē̃gē ? 368Dēkhnā , achānak paper hōgā .
165Before Maya comes, she separates you from the Father’s company and makes you isolated, and then she attacks you.
369Sadā nyārā aur pyārā rahanā-yahī bāp samān bannā hai . 370Jahā̃ haĩ , jaisē haĩ lēkin nyārē haĩ .
166If the Father is with you, Maya will salute you; she will not attack you.
371Yah nyārāpan bāp K|kē pyār kā anubhav karātā hai . 372Jarā bhī apnē mē̃ yā aur kisī mē̃ bhī lagāv nyārā bannē nahī̃ dēgā .
167Now that you know Maya very well and that she is an enemy, why do you allow her to come?
373Nyārē aur pyārēpan kā abhyās number āgē baṛhā-yēgā . 374Iskā sahaj purūṣhārth hai nimitt bhāv .
168You let go of the Father’s company and the door opens for Maya to enter.
375Nimitt samajhnē sē nimitt banānē vālā yād ātā hai .
169Put a double lock on the door, not just one.
376Mērā parivār hai , mērā kām hai .
170Nowadays, one lock will not do.
377Nahī̃ , maĩ nimitt hū̃ . 378Nimitt samajhnē sē paper mē̃ pās|pass hō jāyēṅgē .
171So, the double lock is remembrance and service.
379Achchhā ! 380Group nã 6
172Service has to be altruistic service.
381Double light bannē K|kē liyē bāp key|kī bātē̃ sunō , bāp K|kē śhrēṣhṭh karma kō follow karō 382Sabhī sākār mē̃ vā sthiti mē̃ samīp rahnē vālī ātmāyē̃ hō nā . 383Ābū mē̃ rahnē vālē arthāt ābū K|kē bābā jaisī sthiti mē̃ rahnē vālē . 384Jaisē ābū key|kī dharnī sē pyār hai , tabhī tō samīp rahnā chāhtē hō nā .
173This is the lock.
385Aisē bāp sē bhī pyār hai nā . 386Pyār key|kī niśhānī hai samān bannā .
174If service isn’t altruistic the lock becomes loose and opens.
387Tō sabhī pyār kā return dēnē vālē , pyār key|kī niśhānī dikhānē vālē hō . 388Doctors kō bahut achchhā chance milā hai . 389Sabhī halkē hō ?
175Remembrance also has to be powerful. 176If it is ordinary remembrance, then that, too, is not a proper lock.
390Rahnē mē̃ , ānē mē̃ , khānē mē̃-sabamē̃ halkē hō ? 391Yā thōṛā-thōṛā bhārī hō ?
177So always check: You have remembrance, but is it ordinary remembrance or powerful remembrance?
392Jō dil sē sāth rahtē haĩ , tō sāth key|kī khuśhī sab-kuchh bhulā dētī hai . 393Khuśhī mē̃ bhōjan bhī na ṭhaṇḍā lagtā , na garm lagtā , bahut pyārā lagtā hai .
178Similarly, you are doing service, but is it altruistic service or is there one selfish motive or another in it?
394Jab bahut khuśhī kā maukā hōtā hai tō ṭhaṇḍā khāyā yā garm khāyā-yād rahtā hai ? 395Khuśhī sē hī pēṭ bhar jātā hai ! 396Tō sāth rahnē vālē arthāt khuśhī sē bharpūr rahnē vālē . 397Aisē haĩ nā !
179If Maya comes while you are doing service and staying in remembrance, then something is definitely lacking in that service and remembrance.
398Yah bhī drama key|kī bahut śhrēṣhṭh bhāvī banī huī thī jō āp sabkō golden chance milā . 399Yah double vidēśhī haĩ aur āp double sarvisēbal hō .
180Continue to move forward with the awareness that you are the souls with elevated fortune who always sing the song of happiness.
400Double sēvā kartē hō yā sirph davāī dētē hō ? 401Ēk hī samay par double sēvā karnē kē nimitt hō . 402Double sēvādhārī , double snēh aur sahyōg K|kē pātr bantē haĩ .
181Accurate yoga and accurate service are the signs of remaining free from obstacles and making others free from obstacles.
403Achchhā hai . 404Samīp rahnē kā-yah bhī chance achchhā miltā hai .
182Are you free from obstacles or do obstacles sometimes come?
405Samīp rahnē vālō̃ sē yah pūchhnē key|kī āvaśy-katā hai kyā ki khuśh hō , ṭhīk hō ?
183In that case, sometimes you pass and sometimes you fail.
406Madhuban nivāsī bannā arthāt sadā khuśhī mē̃ uṛnā . 407Tō hospital kā kām kaisē chal rahā hai ?
184In any situation, if there is ever the slightest feeling, “Why is this like this?
408Paṅkh lag gayē haĩ nā . 409Umaṅg-utsāh K|kē paṅkhō̃ sē uṛ rahē haĩ .
185Why is this like that?”, then that feeling means an obstacle.
410Double vidēśhī ātmāō̃ key|kī sadā uṛtī kalā hai nā ? 411Yā kabhī chaṛhtī kalā , kabhī chaltī kalā aur kabhī uṛtī kalā-kyā kahē̃gē ? 412Sadā uṛtī kalā .
186Always remember that if you stay beyond wasteful feelings and you become a soul who is feelingproof, you will become a conqueror of Maya.
413Kyōṅki samay uṛtī kalā sē chal rahā hai . 414Agar āp uṛtī kalā sē āgē nahī̃ baṛhē̃gē tō kyā result hōgī ? 415Tō samay K|kē pahlē taiyār hōnē vālē hō nā . 416Samay kā intjār nahī̃ karnā hai lēkin samay āp śhrēṣhṭh ātmāō̃ kā āhvān kar rahā hai .
187Nevertheless, you now belong to the Father.
417Double vidēśhī nām hai aur chāl hai double light .
188To belong to the Father is a matter of such happiness.
418Bōjh uṭhānē kā anubhav 63 janm kiyā . 419Abhī double light rahnē K|kē anubhav kā yah ēk brāhmaṇ janm hai . 420Tō abhī sadā double light rahō .
189You never even dreamt that you would have such a close relationship with God, and now you have become that in the corporeal form.
421Doctors bhī double light haĩ nā .
190So what will you remember?
422Yā kuchh bōjh hai ? 423Dēkhnē kā , sunnē kā kuchh bōjh hai ?
191You are those who constantly sing songs of happiness.
424Yā kabhī-kabhī thōṛā bōjh hō jātā hai ? 425Isliyē bāpdādā kahtē haĩ-jis bāt mē̃ kōī ras nahī̃ hō , kōī sambandh nahī̃ hō , tō vah suntē huē nahī̃ sunō , dēkhtē huē nahī̃ dēkhō . 426Dēkhtē huē , suntē huē sōchō nahī̃ . 427Sōchō tō kyā sōchō ?
192These songs of happiness can never end.
428Bāp key|kī bātē̃ . 429Sunō tō bāp key|kī bātē̃ , dēkhō tō bāp K|kē śhrēṣhṭh karma aur follow karnē vālō̃ K|kē śhrēṣhṭh karma .
193A teacher means one who gives everyone the experience of angelic features through your own features.
430Yahī vidhi hai sadā double light rahnē key|kī .
194Are you such teachers?
431Doctors kā kām hī hai-śarīr mē̃ ānē vālī vyarth chījō̃ kō khatm karnā . 432Doctors key|kī viśhēṣhtā hai-vyartha kō samāpt karnā aur samarth banānā . 433Rūhāniyat mē̃ bhī yahī kām hai aur sthūl mē̃ bhī yahī kām hai . 434Bākī , sēvā achchhī kar rahē hō aur result achchhī hai aur achchhē tē achchhī hōnī hī hai .
195Your ordinary form should not be visible.
435Pyār sē sēvā kar rahē hō . 436Pyār key|kī davāī pahlē dētē hō , pīchhē aur davāī dētē hō nā .
196Only your angelic form should always be visible because you teachers are instruments.
437Tō ādhā kām tō pyār hī kar lētā hai . 438Achchhā ! 439Ābū nivāsī bhī lucky haĩ .
197Those who are instruments give others the same experience as they themselves have.
440Samay par ānā nahī̃ paṛēgā , haĩ hī yahā̃ .
198It is also a fortune that you have become instruments.
441Sabhī doctors kō apnī sēvā pasand hai ? 442Yā thōṛā aur kahā̃ chakkar lagānē chāhtē hō ?
199Now, increase the experience of this fortune in yourself and also give this experience to others.
443Baṛē śhaharō̃ mē̃ baṛī sēvā hō jāyēgī-yah nahī̃ samajhtē hō ? 444Khuśh hō ?
200The most important thing is to become an embodiment of experience.
445Sab achchhē haĩ . 446Achchhā !
201* * * O MS H A N T I * * *