मंगलवार 13 अक्टूबर 1992 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 113-10-92 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 13-10-92 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Number one bannā hai tō gyān aur yōg kō svarūp mē̃ lāō
1In order to become number one, put knowledge and yoga into your practical form.
3Svayã prakāśh svarūp ban anēkō̃ kā andhkār miṭānē vālē chaitanya dīpakō̃ prati sat śhikṣhak bāpdādā bōlēḥ 4Āj sat śhikṣhak apnī śhrēṣhṭh śhikṣhā dhāraṇ karnē vālē godly student kō dēkh rahē haĩ ki har ēk īśhvarīy vidyārthī nē is īśhvarīy śhikṣhā kō kahā̃ tak dhāraṇ kiyā hai ? 5Paṛhānē vālā ēk hai , paṛhāī bhī ēk hai lēkin paṛhnē vālē paṛhāī mē̃ number-vār haĩ . 6Her|har rōj kā pāṭh murlī dvārā her|har sthān par ēk hī suntē haĩ arthāt ēk hī pāṭh paṛhtē haĩ .
2Today, the true Teacher is seeing His Godly students, the ones who imbibe His elevated teachings.
7Murlī arthāt pāṭh her|har sthān par ēk hī hōtā hai .
3To what extent has each Godly student imbibed these Godly teachings?
8Date kā phark hō saktā hai lēkin murlī vahī hōtī hai . 9Phir bhī number-vār kyō̃ ?
4The Teacher is one, the study is the same, and yet the students are numberwise in their study.
10Number kisliē hōtē haĩ ? 11Kyōṅki is īśhvarīy paṛhāī paṛhnē key|kī vidhi sirph sunnā nahī̃ hai lēkin her|har mahāvākya svarūp mē̃ lānā hai .
5The lesson everyone listens to every day in the murli is the same at every place, that is, the same lesson is studied.
12Tō sunnā sabkā ēk jaisā hai lēkin svarūp bannē mē̃ number-vār hō jātē haĩ .
6The murli, that is the lesson, at every place is the same.
13Lakṣhya sabhī kā ēk hī rahtā hai ki maĩ number one banū̃ .
7There may be a difference in the date, but the murli is the same.
14Aisā lakṣhya hai nā !
8So, why is it still numberwise?
15Lakṣhya number one kā hai lēkin result mē̃ number-vār hō jātē haĩ . 16Kyōṅki lakṣhya kō lakṣhaṇ mē̃ lānā-isamē̃ lakṣhya aur lakṣhaṇ mē̃ phark paṛ jātā hai .
9Why is there a number? 10Because the method of studying this Godly study is not just to listen to it, but every elevated version has to be put into your practical form.
17Is paṛhāī mē̃ subject bhī jyādā nahī̃ haĩ . 18Chār subject kō dhāraṇ karanā-isamē̃ muśhkil kyā hai !
11Everyone listens to the same thing, but it becomes numberwise in putting it into the practical form.
19Aur chārō̃ hī subject kā ēk-dō kē sāth sambandh hai .
12Everyone has the same aim: I should become number one.
20Agar ēk subject gyān sampūrṇ vidhipūrvak dhāraṇ kar lō arthāt gyān K|kē ēk-ēk śhabda kō svarūp mē̃ lāō , tō gyān hai hī mukhya dō śhabdō̃ kā jiskō rachayitā aur rachnā vā alpha aur bē kahtē hō . 21Rachayitā bāp key|kī samajh ā gaī arthāt paramātm-paricay , sambandh spaṣhṭ hō gayā aur rachnā arthāt pahlī rachnā maĩ śhrēṣhṭh ātmā hū̃ aur dūsrā mujh ātmā kā is bēhad key|kī rachnā arthāt bēhad K|kē drama mē̃ sārē kalp mē̃ kyā-kyā part hai - yah sārā gyān tō sabhī kō hai nā . 22Lēkin śhrēṣhṭh ātmā svarūp ban her|har samay śhrēṣhṭh part bajānā-isamē̃ kabhī yād rahtā hai , kabhī bhūl jātē haĩ . 23Agar in dō śhabdō̃ kā gyān hai , yōg bhī in dō śhabdō̃ K|kē ādhār par hai nā .
13You do have this aim, do you not?
24Gyān sē yōg kā svataḥ hī sambandh hai . 25Jō gyānī tū ātmā hai vah yōgī tū ātmā avaśhya hī hai .
14You have the aim of becoming number one, but you become numberwise in the result.
26Tō gyān aur yōg kā sambandh huā nā . 27Aur jō gyānī aur yōgī hōgā uskī dhārṇā śhrēṣhṭh hōgī yā kamjōr hōgī ? 28Śhrēṣhṭh , svataḥ hōgī nā , sahaj hōgī nā .
15You have to put the aim into your qualifications, but in doing this there is a difference created between the aim and the qualifications.
29Ki dhārṇā mē̃ muśhkil hōgī ?
16There aren't many subjects in this study.
30Jō gyānī tū ātmā , yōgī tū ātmā hai vah dhārṇā mē̃ kamjōr hō saktā hai ? 31Nahī̃ .
17You simply have to imbibe 4 subject, so what is difficult about this?
32Hōtē tō haĩ . 33Tō gyān-yōg nahī̃ hai ?
18All 4 subjects you have are related to one another.
34Gyānī hai lēkin gyānī tū ātmā vah sthiti nahī̃ hai . 35Yōg lagānē vālē haĩ lēkin yōgī jīvan vālē nahī̃ haĩ . 36Jīvan sadā hōtī hai aur jīvan natural hōtī hai .
19If you imbibe the one subject of knowledge completely according to the right method, that is, if you put every word of knowledge into your practical form, then that knowledge is just of 2 words.
37Yōgī jīvan arthāt ōrījinal nature yōgī kī hai . 3863 janmō̃ K|kē vismr̥iti K|kē saṅskār vā kamjōrī K|kē saṅskār brāhmaṇ jīvan mē̃ kahā̃-kahā̃ mūl nature ban purūṣhārth mē̃ vighna ḍāltē haĩ . 39Kitnā bhī svayã vā dūsrā attention khiñcavātā hai ki yah parivartan karō vā svayã bhī samajhtē haĩ ki yah parivartan hōnā chāhiē lēkin jāntē huē bhī , chāhtē huē bhī kyā kahtē hō ? 40Chāhtē tō nahī̃ haĩ lēkin mērī nature hai yah , mērā svabhāv hai yah .
20These are: Creator and creation, or Alpha and beta.
41Tō nature natural hō gaī hai nā . 42Kiskē bōl mē̃ vā vyavahār mē̃ gyān-sampann vyavahār vā yōgī jīvan pramāṇ vyavahār vā bōl nahī̃ hōtē haĩ tō vō kyā kahtē haĩ ?
21To have the clear understanding of the Father, the Creator, means that the introduction of the Supreme Soul and the relationship with Him become clear.
43Yahī bōl bōlē̃gē ki mērā natural bōl hī aisā hai , bōlnē kā tone hī aisā hai . 44Vā kahēṅgē-mērī chāl-chalan hī official vā gambhīr hai . 45Nām achchhē bōltē haĩ-jōś nahī̃ hai lēkin official hai .
22And the creation means the first creation: I am an elevated soul, and secondly, what my part as a soul is in this unlimited creation, that is, in this unlimited drama, throughout the entire cycle.
46Tō chāhtē bhī , samajhtē bhī nature natural work ( kārya ) kartī rahtī hai , usmē̃ mēhnat nahī̃ karnī paṛtī hai . 47Aisē jō gyānī jīvan vā yōgī jīvan mē̃ rahtē haĩ , tō gyān aur yōg sampann her|har karma natural hōtē haĩ arthāt gyān aur yōg-yahī unkī nature ban jātī hai aur nature bannē K|kē kāraṇ śhrēṣhṭh karma , yuktiyukt karma natural hōtē rahtē haĩ . 48Tō samjhā , nature natural banā dētī hai . 49Tō gyān aur yōg mūl nature ban jāyē̃-isakō kahā jātā hai gyānī jīvan , yōgī jīvan vālā .
23All of you have this knowledge, do you not?
50Gyānī sabhī hō , yōgī sabhī hō lēkin antar kyā hai ? 51Ēk haĩ-jñān sunanē-sunānē vālē , yathā śhakti jīvan mē̃ lānē vālē .
24However, to be an embodiment of an elevated soul and to play an elevated part at all times – you sometimes remember this and you sometimes forget.
52Dūsrē haĩ-jñān aur yōg kō her|har samay apnē jīvan key|kī nature banānē vālē . 53Vidyārthī sabhī hō lēkin yah antar hōnē K|kē kāraṇ number-vār ban jātē haĩ . 54Jiskī nature hī gyānī-yōgī key|kī hōgī uskī dhārṇā bhī natural hōgī . 55Natural svabhāv-sanskār hī dhāraṇāsvarūp hōṅgē .
25You have the knowledge of these 2 words.
56Bār-bār purūṣhārth nahī̃ karnā paṛēgā ki is guṇ kō dhāraṇ karū̃ , us guṇ kō dhāraṇ karū̃ . 57Lēkin pahlē foundation K|kē samay hī gyān , yōg aur dhārṇā kō apnī jīvan banā dī . 58Isliē yah tīnō̃ subject aisī ātmā key|kī svataḥ aur svābhāvik anubhūtiyā̃ ban jātī haĩ . 59Isliē aisī ātmāō̃ kō sahaj yōgī , sahaj gyānī , sahaj dhāraṇāmūrta kahā jātā hai .
26Yoga is also based on these 2 words, is it not?
60Tīnō̃ subject kā connection hai .
27Therefore, yoga is automatically connected with knowledge.
61Jiskē pās|pass itnī anubhūtiyō̃ kā khazānā sampann hōgā , aisī sampann mūrtiyā̃ svataḥ hī master dātā ban jātī haĩ .
28Those who are enlightened souls are definitely also yogi souls, and so gyan and yoga are related, are they not?
62Dātā arthāt sēvādhārī . 63Dātā dēnē K|kē binā rah nahī̃ saktā .
29Therefore, would the dharna of those who are gyani and yogi be elevated or weak?
64Dātāpan K|kē saṅskār sē svataḥ hī sēvā kā subject practical mē̃ sahaj hō jātā hai . 65Tō chārō̃ kā hī sambandh huā nā . 66Kōī kahē ki mērē mē̃ gyān tō achchhā hai lēkin dhārṇā mē̃ kamī hai-tō uskō gyānī kahā jāyēgā ? 67Gyān tō dūsrō̃ kō bhī dētē hō nā .
30It would automatically be elevated, would it not?
68Hai tab tō dētē hō !
31It would be easy, would it not?
69Ēk hai-samajhanā , dūsrā hai-svarūp mē̃ lānā . 70Samajhnē mē̃ sabhī hōśhiyār haĩ , samjhānē mē̃ bhī sabhī hōśhiyār haĩ lēkin number one bannā hai tō gyān aur yōg kō svarūp mē̃ lāō . 71Phir number-vār nahī̃ hōṅgē lēkin number one hōṅgē . 72Tō sunāyā ki āj sat śhikṣhak apnē chārō̃ ōr K|kē īśhvarīy vidyārthiyō̃ kō dēkh rahē thē .
32Or, would they have difficulty in their dharna?
73Tō kyā dēkhā ? 74Sabhī number one dikhāī diyē vā number-vār dikhāī diyē ? 75Kyā result hōgī ?
33Can those who are gyani and yogi souls be weak in their dharna?
76Vā samajhtē hō-nambaravan tō ēk hī hōgā , ham tō number-vār mē̃ hī āyēṅgē ? 77First division mē̃ tō ā saktē hō nā . 78Usmē̃ ēk nahī̃ hōtā hai . 79Tō check karō-agar bār-bār kisī bhī bāt mē̃ sthiti nīchē-ūpar hōtī hai arthāt bār-bār purūṣhārth mē̃ mēhnat karnī paṛtī hai , issē siddha hai ki gyān key|kī mūl subject K|kē dō śhabda - rachtā aur rachnā key|kī paṛhāī kō svarūp mē̃ nahī̃ lāyā hai , jīvan mē̃ mūl saṅskār K|kē rūp mē̃ vā mūl nature K|kē rūp mē̃ vā sahaj svabhāv K|kē rūp mē̃ nahī̃ lāyā hai .
34No.
80Brāhmaṇ jīvan kā natural svabhāv-sanskār hī yōgī jīvan , gyānī jīvan hai . 81Jīvan arthāt nirantar , sadā . 828 ghaṇṭā jīvan hai , phir 4 ghaṇṭā nahī̃-aisā nahī̃ hōtā . 83Āj 10 ghaṇṭē K|kē yōgī banē , āj 12 ghaṇṭē K|kē yōgī banē , āj 2 ghaṇṭē K|kē yōgī banē-vō yōg lagānē vālē yōgī haĩ , yōgī jīvan vālē yōgī nahī̃ .
35However, they are this.
84Viśhēṣh saṅgaṭhit rūp mē̃ isīliē baiṭhtē hō ki sarv K|kē yōg key|kī śhakti sē vāyumaṇḍal dvārā kamjōr purūṣhārthiyō̃ kō aur viśhva key|kī sarv ātmāō̃ kō yōg śhakti dvārā parivartan karē̃ . 85Isliē vah bhī āvaśhyak hai lēkin isīliē yōg mē̃ nahī̃ baiṭhtē hō ki apnā hī ṭūṭā huā yōg lagātē rahō . 86Saṅgaṭhit śakti-yah bhī sēvā kē nimitt hai lēkin yōg-bhaṭṭhī isliē nahī̃ rakhtē hō ki mērā connection phir sē juṭ jāyē . 87Agar kamjōr hō tō isliē baiṭhtē hō aur yōgī tū ātmā hō tō master sarvśhaktivān ban , master viśhva-kalyāṇakārī ban sarv kō sahyōg dēnē key|kī sēvā kartē hō .
36Is it that they do not have gyan and yoga?
88Tō paṛhāī arthāt svarūp bannā . 89Achchhā ! 90Āj dīpāvalī manānē āē haĩ . 91Manānē kā arth|earth kyā hai ?
37They are knowledgeable, but they do not have the stage of being an enlightened soul.
92Dīpāvalī mē̃ kyā kartē hō ? 93Dīp jalātē hō . 94Ājkal tō light jalātē haĩ .
38They are those who try to have yoga, but they do not have a yogi life.
95Aur light par kaun ātē haĩ ? 96Parvānē .
39A life is constant and it is natural.
97Aur parvānē key|kī viśhēṣhtā kyā hōtī hai ? 98Phidā hōnā .
40To have a yogi life means that the original nature is that of a yogi.
99Tō dīpāvalī manānē kā arth|earth kyā huā ? 100Tō phidā hō gayē hō yā āj hōnā hai ? 101Hō gayē hō yā hōnā hai ? 102 ( hō gayē haĩ ) tō dīpāvalī tō manā lī , phir kyō̃ manātē hō ?
41The sanskars of forgetfulness and weakness of 63 births have become the original nature of your Brahmin life and they sometimes create obstacles to your efforts.
103Jab phidā hō gayē tō dīpāvalī manā liyā . 104Ki bīch-bīch mē̃ chakkar lagānē jātē hō ? 105Phidā hō gayē haĩ lēkin thōṛē paṅkh abhī haĩ , ussē thōṛā chakkar lagā lētē hō . 106Tō chakkar lagānē vālē tō nahī̃ hō nā .
42Then, no matter how much your attention is drawn either by yourself or by others to bring about a particular transformation, and even when you know and you understand that that transformation should take place, and you also wish that, what do you still say?
107Chakkar lagānā arthāt kisī na kisī māyā K|kē rūp sē ṭakkar khānā .
43I do not want this, but it is my nature, it has become my natural nature.
108Māyā sē ṭakkar khātē hō yā māyā kō hār khilātē hō ? 109Vā kabhī vijay prāpt kartē hō , kabhī ṭakkar khātē hō ? 110Dīpamālā-yah apnā hī yādgār manātē hō .
44If someone’s words and interaction are not filled with knowledge or they are not according to those of a yogi life, what do they say?
111Āpkā yādgār hai nā ? 112Ki mukhya ātmāō̃ kā yādgār hai , āp dēkhnē vālē hō ?
45They would say: My words are naturally like that; my tone of speaking is like that.
113Āp sabkā yādgār hai , isīliē ājkal bahut andāz mē̃ dīpak kē bajāē chhōṭē-chhōṭē bulb jagā dētē haĩ .
46Or, they would say: My activity and my behaviour are official and serious.
114Dīpak jalāyēṅgē tō saṅkhyā phir bhī ussē kam hō jāyēgī .
47You give it a very good name: It is not being forceful, but it is official.
115Lēkin āpkī saṅkhyā tō bahut hai nā . 116Tō sabhī key|kī yād mē̃ anēk chhōṭē-chhōṭē bulb jagmagā dētē haĩ .
48Your natural nature works according to your wishes and understanding; you do not have to make any effort for that.
117Tō apnā yādgār manā rahē haĩ . 118Jab dīpak dēkhtē hō tō samajhtē hō yah hamārā yādgār hai ? 119Smr̥iti ātī hai ?
49Similarly, every action of those who have a gyani life and a yogi life is naturally filled with knowledge and yoga.
120Yahī saṅgamyug key|kī viśhēṣhtā hai jō chaitanya dīpak apnā jaṛ yādgār dīpak dēkhtē hō . 121Chaitanya mē̃ svayã hō aur jaṛ yādgār dēkh rahē hō . 122Aisē tō jis din dīpāvalī manāō us din hī vāstavik tithi hai . 123Yah tō duniyā vālō̃ nē tithi fix kī hai , lēkin āpkī tithi apnī hai .
50That is, knowledge and yoga become their nature.
124Isliē jis din āp brāhmaṇ manāō vahī sachchī tithi hai . 125Isliē kōī bhī tithi fix kartē haĩ tō kissē pūchhtē haĩ ?
51Then, because of having that nature they are naturally able to perform elevated actions and yuktiyukt actions.
126Brāhmaṇō̃ sē hī nikāltē haĩ . 127Tō āj bāpdādā sabhī dēśh-vidēśh K|kē sadā jagē huē dīpakō̃ kō dīpmālā key|kī mubārak dē rahē haĩ , badhāī dē rahē haĩ . 128Dīpāvalī mubārak arthāt mālāmāl , sampann bannē key|kī mubārak . 129Aisē sadā jāgtī jyōt , sadā svayã prakāśasvarūp ban anēkō̃ kā andhkār miṭānē vālē sachchē dīpak , sadā chārō̃ hī subject kō sāth-sāth jīvan mē̃ lānē vālē , sarv subject mē̃ number one K|kē lakṣhya kō lakṣhaṇ mē̃ lānē vālē , aisē gyānī tū ātmāē , yōgī tū ātmāē , divyaguṇ svarūp ātmāē , nirantar sēvādhārī , śhrēṣhṭh viśhva-kalyāṇakārī ātmāō̃ kō bāpdādā kā yād , pyār aur namastē .
52So, do you understand?
130Avyakt bāpdādā key|kī personal mulākāt
53That nature makes everything natural.
131Group nã . 1 132Khuśhnasīb vah jiskē chēhrē aur chalan sē sadā khuśhī key|kī jhalak dikhāī dē
54So, when knowledge and yoga become your original nature, that is known as having a gyani and a yogi life.
133Sabhī apnē kō sadā khuśhnasīb ātmāē samajhtē hō ?
55All of you are gyani and all of you are yogi, but what is the difference?
134Khuśhnasīb ātmāō̃ key|kī niśhānī kyā hōgī ? 135Unkē chēhrē aur chalan sē sadā khuśhī key|kī jhalak dikhāī dēgī .
56One category is those who listen to and speak knowledge and put it into their life according to their capacity.
136Chāhē kōī bhī sthūl kārya kar rahē hō̃ , sādhāraṇ kām kar rahē hō̃ lēkin her|har karma kartē khuśhī key|kī jhalak dikhāī paṛē .
57The second category is those who make knowledge and yoga the nature of their life at every moment.
137Iskō kahtē haĩ nirantar khuśhī mē̃ man nāchtā rahē . 138Aisē sadā rahtē hō ?
58All of you are students, but because of this difference, you become numberwise.
139Yā kabhī bahut khuśh rahtē hō , kabhī cum|kam ? 140Khuśhī kā khazānā apnā khazānā hō gayā .
59Those who have the nature of being gyani and yogi will naturally have dharna.
141Tō apnā khazānā sadā sāth rahēgā nā . 142Yā kabhī-kabhī rahēgā ?
60Their nature and sanskars will naturally be the embodiment of dharna.
143Bāp K|kē khazānē kō apnā khazānā banāyā hai yā bhūl jātā hai apnā khazānā ? 144Apnī sthūl chīj tō yād rahtī hai nā . 145Vah khazānā āṅkhō̃ sē dikhāī dētā hai lēkin yah khazānā āṅkhō̃ sē nahī̃ dikhāī dētā , dil sē anubhav kartē hō .
61They will not have to make repeated effort to imbibe this virtue or to imbibe that virtue, but at the time of laying their foundation they would have made their life on the basis of gyan, yoga and dharna.
146Tō anubhav vālī bāt kabhī bhūltī hai kyā ? 147Tō sadā yah smr̥iti mē̃ rakhō ki ham khuśhī K|kē khazānē K|kē mālik haĩ .
62This is why these three subjects become the natural and automatic experience of such souls.
148Jitnā khazānā yād rahēgā utnā naśhā rahēgā . 149Tō yah rūhānī naśhā aurō̃ kō bhī anubhav karāyēgā ki inkē pās|pass kuchh hai .
63This is why such souls are called easy yogi souls, easy gyani souls and souls who are easily an embodiment of dharna.
150Mātāō̃ kō sārā samay kyā yād rahtā hai ? 151Sirph bāp yād rahtā hai yā aur bhī kuchh yād rahtā hai ?
64So all three subjects have a connection, and those who have the treasure of such experiences will be complete.
152Varsē key|kī tō khuśhī dikhāī dēgī nā .
65Such images of perfection automatically become master bestowers.
153Jab brāhmaṇ jīvan kē liē saṅsār hī ēk bāp hai , tō saṅsār K|kē sivāē aur kyā yād āyēgā . 154Sadā dil mē̃ apnē śhrēṣhṭh bhāgya K|kē gīt gātē rahō . 155Aisā śhrēṣhṭh bhāgya sārē kalp mē̃ prāpt hōgā ? 156Jō sārē kalp mē̃ abhī prāpt hōtā hai , tō abhī key|kī khuśhī , abhī kā naśhā sabsē śhrēṣhṭh hai .
66A bestower means a server.
157Tō mātāō̃ kō aur kōī sambandhī yād ātē haĩ ?
67A bestower cannot stay without giving.
158Kōī sambandh mē̃ nīchē-ūpar hō tō mōh jātā hai ? 159Mōh sārā khatm hō gayā ? 160Jō kahtē haĩ-kuch bhī hō jāyē , mērē kō mōh nahī̃ āyēgā-vō hāth uṭhāyē̃ .
68Through having the sanskars of a bestower, the subject of service automatically becomes easy in a practical way.
161Achchhā , mōh kā paper bhalē āvē ?
69Therefore, all 4 are related, are they not?
162Pāṇḍav tō naṣhṭōmōhā haĩ nā . 163Vyavahār mē̃ kuchh ūpar-nīchē hō jāē , phir naṣhṭōmōhā haĩ ?
70If someone says, "I have very good knowledge, but I am lacking in my dharna", would you call that one a gyani soul?
164Abhī bhī bīch-bīch mē̃ māyā paper tō lētī hai nā . 165Tō usmē̃ pās|pass hōtē hō ?
71You give this knowledge to others, but you are only able to give it because you have it.
166Yā jab māyā ātī hai tab thōṛā ḍhīlē hō jātē hō ? 167Tō sadā khuśhī K|kē gīt gātē rahō .
72One is to understand and the other is to put it into your form.
168Samjhā ? 169Kuchh bhī chalā jāyē lēkin khuśhī nahī̃ jāyē .
73All of you are clever in understanding.
170Chāhē kisī bhī rūp mē̃ māyā āyē lēkin khuśhī na jāyē .
74You are also all clever in explaining.
171Aisē khuśh rahnē vālē hī sadā khuśhnasīb haĩ . 172Achchhā ! 173Abhī āndhrā aur karnāṭak vālō̃ kō kaunsī kamāl karnī hai ?
75However, if you wish to become number one, you must put knowledge and yoga into your practical form.
174Aisī kōī bhī ātmā vañchit nahī̃ rah jāyē . 175Harēk kō sandēśh dēnā hai .
76Then you will not be numberwise, but number one.
176Jahā̃ bhī rahtē hō-sarva ātmāō̃ kō sandēśh milnā chāhiē . 177Jitnā sandēśh dēgē utnī khuśhī baṛhtī jāyēgī .
77So you were told that, today, the true Teacher was seeing His Godly students everywhere.
178Achchhā ! 179Group nã . 2
78What did He see?
180Paramātma-pyār key|kī pālnā kā anubhav karnē K|kē liyē her|har kārya nyārē hōkar karō 181Sabhī apnē kō saṅgamyugī hīrē tulya śhrēṣhṭh ātmā samajhtē hō ? 182Kyōṅki saṅgam par is samay hīrē tulya hō . 183Satyug mē̃ sōnē tulya banē̃gē .
79Were all visible as number one or numberwise?
184Lēkin is samay sārē chakra K|kē andar śhrēṣhṭh ātmā kā part bajā rahē hō . 185Tō hīrē samān jīvan arthāt itnī amūlya jīvan banī hai ? 186Sabsē baṛī mūlyavān jīvan saṅgamyug kī hai . 187Tō aisī smr̥iti rahtī hai ki itnē śhrēṣhṭh haĩ ?
80What would the result be?
188Kyōṅki jaisī smr̥iti hōgī vaisī sthiti hōgī . 189Agar smr̥iti śhrēṣhṭh hai tō sthiti sādhāraṇ nahī̃ hō saktī .
81Or, do you think that only one would be number one, and that you will come among those who are numberwise?
190Agar sthiti sādhāraṇ hai tō smr̥iti bhī sādhāraṇ hai .
82You can come into the first division.
191Tō sadā sarvaśhrēṣhṭha mūlyavān jīvan anubhav karnē vālī ātmā hū̃-yah smr̥iti mē̃ emerge rahē . 192Aisē nahī̃ ki maĩ hū̃ hī , mālūm hai ki ham hīrē tulya haĩ . 193Lēkin smr̥iti mē̃ emerge rūp mē̃ rahtā hai aur usī smr̥iti sē , usī sthiti sē her|har kārya kartē hō ? 194Kyōṅki hīrē tulya jīvan vā hīrē tulya sthiti vālē kā her|har karma hīrē tulya hōgā arthāt mūlyavān hōgā , ūñchē tē ūñchā hōgā .
83There is not just one in that.
195Tō her|har karma aisē ūñchā rahtā hai yā kabhī ūñchā , kabhī sādhāraṇ ? 196Kyōṅki sadā hīrē tulya hō . 197Hīrā tō hīrā hī hōtā hai , vah kabhī sōnā vā chāndī nahī̃ bantā . 198Tō her|har karma kartē huē check karō ki hīrē tulya sthiti hai , chaltē-chaltē sādhāraṇtā tō nahī̃ ā gaī ?
84So check: if your stage fluctuates again and again due to any situation, that is, if you have to labour in your effort again and again, it shows that, in the main subject of knowledge, you have not put the lesson of the 2 words ‘Creator’ and ‘creation’, into your practical form.
199Kyōṅki 63 janm kā abhyās hai sādhāraṇ rahnē kā . 200Tō pichhlā saṅskār kabhī khīñch lētā hai .
85You have not put it into your life in the form of your original nature, your original sanskars or in the form of an easy nature.
201Kamjōr kō kōī khīñch lēgā , bahādur kō kōī khīñch nahī̃ saktā . 202Bahādur uskō bhī charaṇō̃ mē̃ jhukā dēgā .
86The natural nature and sanskars of a Brahmin life are to have a yogi life and a gyani life.
203Tō kabhī bhī sādhāraṇ sthiti nahī̃ hō .
87A life means constantly, always.
204Agar kōī viśhēṣh occupation vālā aisā kōī sādhāraṇ karma karē tō uskō kyā kahā jāyēgā ? 205Āj kā prime minister agar kōī aisā halkā kām karē tō sabhī ulahnā dēgē nā , achchhā nahī̃ lagēgā nā . 206Tō āp kaun hō ?
88It isn't that this is your life for 8 hours and not for 4 hours after that, that today you were a yogi for 10 hours, or that you became a yogi for 12 hours, or that you became a yogi for 2 hours.
207Itnā naśhā smr̥iti mē̃ rakhō jō sabkō chaltē-phirtē dikhāī dē ki yah kōī viśhēṣh ātmāyē̃ haĩ . 208Jaisē hīrā kitnā bhī miṭṭī mē̃ chhipā huā hō lēkin phir bhī apnī chamak dikhātā hai . 209Tō chāhē āp kitnē bhī sādhāraṇ vāyumaṇḍal mē̃ hō̃ , kitnē bhī baṛē sādhāraṇ vyaktiyō̃ K|kē bīch hō̃ lēkin viśhēṣh ātmā , alaukik ātmā dikhāī dō . 210Chāhē pravr̥itti mē̃ rahtē hō , unhō̃ K|kē bīch mē̃ bhī nyārē dikhāī dō .
89Such souls are those who are trying to have yoga.
211Aisā purūṣhārth hai ? 212Aur jitnā nyārē hōṅgē utnā bāp K|kē pyār K|kē pātr hōṅgē .
90They are not yogis who have a yogi life.
213Kahā̃ bhī lagāv hai tō nyārā nahī̃ hō saktē . 214Isliē nyārā aur pyārā . 215Kuchh bhī kārya karō lēkin nyārē hōkar . 216Phir anubhav karē̃gē ki paramātma-pyār key|kī pālnā mē̃ sadā āgē uṛ rahē haĩ .
91You especially sit in a gathering so that, through that atmosphere, you are able to transform those who are weak effortmakers and all souls of the world with the power of the yoga of everyone.
217Paramātma-pyār uṛānē kā sādhan hai .
92Therefore, even that is essential.
218Tō uṛnē vālē hō nā . 219Dharnī key|kī ākarṣhaṇ sē sadā ūpar rahō . 220Dharnī arthāt māyā khīñchē nahī̃ .
93However, you do not sit in yoga just to reconnect your yoga that has broken.
221Kitnā bhī ākarṣhit rūp hō lēkin māyā key|kī ākarṣhaṇ āp uṛtī kalā vālō̃ kē pās pahũch nahī̃ saktī . 222Jaisē rocket jātā hai nā , tō dharnī key|kī ākarṣhaṇ sē parē hō jātā hai . 223Tō āp nahī̃ hō saktē hō ? 224Iskī vidhi hai nyārā bannā .
94The collective power of a gathering is also for service; but you do not have a yoga bhatti so that you are able to forge your own broken connection once again.
225Bāp aur maĩ , bas . 226Bāp kē sāth uṛtē rahē̃ . 227Ākarṣhit hōkar nīchē nahī̃ āō . 228Sēvā arth|earth ātē bhī haĩ tō māyā key|kī ākarṣhaṇ ā nahī̃ saktī , māyā proof bankar K|kē āyēṅgē .
95If you are weak, then you sit for that purpose, but if you are a yogi soul, then, as a master almighty authority, as a master world benefactor, you are doing the service of giving cooperation to everyone.
229Bāp nyārā hai , isīliē pyārā hai .
96Study means to become an embodiment.
230Tō follow father .
97Achcha.
231Sadā nyārē , sadā bāp K|kē pyārē . 232Samjhā ? 233Achchhā !
98Today, Baba has come to celebrate Deepawali.
234Group nã . 3 235Svapn kā ādhār hai-sākār jīvan
99What does it mean to celebrate?
236Sabhī sākār rūp mē̃ samīp ānē kā , baiṭhnē kā purūṣhārth kartē hō . 237Iskē liē bhāg dauṛ kartē hō nā . 238Tō samīp rahnā achchhā lagtā hai nā . 239Lēkin yah huā thōṛē samay kē liē samīp rahnā .
100What is done at the time of Deepavali?
240Jō sadā samīp rahē tō vah kitnā baṛhiyā huā !
101Earthenware lamps are lit.
241Bāp K|kē sadā samīp kaun rah saktā hai ?
102Nowadays, you ignite lights.
242Samīp rahnē vālē key|kī viśhēṣhtā kyā hōgī ? 243Samān hōṅgē .
103And who comes to the lights?
244Jō samān hōtā hai vah samīp hōtā hai . 245Tō jaisē yah thōṛē samay key|kī samīpatā priya lagtī hai , tō sadā samīp rahnē vālē kitnē priya hōṅgē ! 246Tō sadā samīp rahtē hō yā sirph thōṛē samay kē liē samīp hō ? 247Samīp rahnē kē liē bhakti mārg mē̃ bhī satsaṅg kā bahut mahatva hai .
104Moths.
248Saṅg rahō arthāt samīp rahō .
105What is the speciality of moths?
249Vah tō sirph sunnē vālē
106To sacrifice themselves.
250Hōtē haĩ aur āp saṅg mē̃ rahnē vālē hō . 251Aisē hō ?
107So, what does it mean to celebrate Deepavali?
252Kabhī mukh mōṛ tō nahī̃ lētē hō ? 253Māyā ākar aisē mukh kar lēvē tō ?
108So have you sacrificed yourself, or are you going to sacrifice yourself today?
254Sītā K|kē māphik māyā kō pahchān nahī̃ sakō-aisē dhōkhā tō nahī̃ khātē hō ?
109Have you sacrificed yourself, or do you still have to sacrifice yourself?
255Dhōkhā khānē vālē chandravanśhī ban jātē haĩ .
110(We have sacrificed ourselves.)
256Tō achchhī tarah sē māyā kō pahchānnē vālē hō nā . 257Bāp kō bhī pahchānā aur māyā kō bhī achchhī tarah sē pahchānā .
111So you have already celebrated Deepavali; so why are you celebrating it again?
258Abhī vah nayā rūp dhāraṇ karkē āyē tō bhī pahchān lē̃gē nā . 259Yā nayā rūp dēkhkar K|kē kahē̃gē ki hamkō kyā patā !
112Since you have sacrificed yourself, you have already celebrated Deepavali.
260Śhaktiyā̃ pahchāntī hō ? 261Yā kabhī-kabhī ghabrā jātī hō ?
113Or do you still go on a tour around every now and then?
262Ghabrātē tab haĩ jab bāp kō kinārē kar dētē haĩ . 263Agar bāp K|kē saṅg mē̃ haĩ tō māyā key|kī himmat nahī̃ jō samīp ā sakē .
114You have sacrificed yourselves, but you still have your wings, and so you circle around with them a little.
264Tō pahchān hī lakīr hai , is pahchān key|kī lakīr K|kē andar māyā nahī̃ ā saktī . 265Tō lakīr K|kē andar rahtē hō yā kabhī-kabhī saṅkalp sē thōṛā bāhar nikal ātē hō ? 266Agar saṅkalp mē̃ bhī sāth key|kī lakīr sē bāhar ā jātē hō tō māyā K|kē sāthī ban jātē hō . 267Saṅkalp vā svapn mē̃ bhī bāp sē kinārā nahī̃ .
115So you are not those who circle around, are you?
268Aisē nahī̃ ki svapn tō mērē vaśh mē̃ nahī̃ haĩ . 269Svapn kā bhī ādhār apnī sākār jīvan hai .
116To circle around means to come into conflict with one form of Maya or another.
270Agar sākār jīvan mē̃ māyājīt hō tō svapn mē̃ bhī māyā anśh-mātra mē̃ bhī nahī̃ ā saktī . 271Tō māyāproof hō jō svapn mē̃ bhī māyā nahī̃ ā saktī ? 272Svapn kō bhī halkā nahī̃ samjhō . 273Kyōṅki jō svapn mē̃ kamjōr hōtā hai , tō uṭhnē kē bād bhī vah saṅkalp jarūr chalē̃gē aur yōg sādhāraṇ hō jāyēgā .
117So do you come into conflict with Maya, or do you defeat Maya?
274Isīliē itnē vijayī banō jō saṅkalp sē tō kyā lēkin svapn mātra bhī māyā war|vār nahī̃ kar sakē . 275Sadā māyājīt arthāt sadā bāp K|kē samīp saṅg mē̃ rahnē vālē . 276Kōī key|kī tākat nahī̃ jō bāp K|kē saṅg sē alag kar sakē-aisē challenge karnē vālē hō nā . 277Itnā dil sē āvāj nikalē ki ham nahī̃ vijayī banē̃gē tō aur kaun banē̃gē !
118What do you do?
278Kalp pahlē banē thē . 279Sadā yah smr̥iti mē̃ anubhav hō-ham hī thē , ham hī haĩ aur ham hī rahē̃gē .
119Do you sometimes gain victory and sometimes come into conflict?
280Achchhā ! 281Group nã . 4 282Akalyāṇ key|kī scene mē̃ bhī kalyāṇ dikhāī dē
120So you celebrate Deepmala (the rosary of lights), your own memorial.
283Bāp mē̃ niśhchay hai ki vahī kalp pahlē vālā bāp phir sē ākar milā hai ? 284Aisē hī apnē mē̃ bhī itnā niśhchay hai ki ham bhī vahī kalp pahlē vālē bāp kē sāth part bajānē vālī viśhēṣh ātmāē haĩ ? 285Yā bāp mē̃ niśhchay jyādā hai , apnē mē̃ cum|kam hai ? 286Achchhā , drama mē̃ jō bhī hōtā hai usmē̃ bhī pakkā niśhchay hai ?
121It is your own memorial, is it not?
287Jō drama mē̃ hōtā hai vah kalyāṇkārī yug K|kē kāraṇ sab kalyāṇkārī hai .
122Or is it the memorial of the main souls, and you are simply observers?
288Yā kuchh akalyāṇ bhī hō jātā hai ?
123It is the memorial of all of you.
289Kōī martā hai tō usmē̃ kalyāṇ hai ? 290Vō mar rahā hai aur āp kalyāṇ kahēṅgē-kalyāṇ hai !
124That is why, nowadays, instead of lighting many earthenware lamps, people light small fairy bulbs.
291Business mē̃ nuksān hō gayā-yah kalyāṇ huā ? 292Tō nuksān bhī kalyāṇkārī hai !
125If lamps are ignited, the number would be fewer.
293Gyān K|kē pahlē jō bātē̃ kabhī āpkē pās|pass nahī̃ I|āī|eye , gyān kē bād I|āī|eye tō usmē̃ kalyāṇ hai ?
126However, your population (number of souls) is very large, is it not?
294Māyā nīchē-ūpar kar rahī hai , kalyāṇ hai ? 295Ismē̃ kyā kalyāṇ hai ?
127So, in remembrance of all of you, many tiny little bulbs are lit.
296Māyā āpkō anubhavī banātī hai .
128So you are celebrating your own memorial.
297Achchhā , tō drama mē̃ bhī itnā hī aṭal niśhchay hō .
129When you see the lamps, do you think that those are your own memorial?
298Chāhē dēkhnē mē̃ achchhī bāt na bhī hō lēkin usmē̃ bhī gupta achchhāī kyā bharī huī hai , vō parakhnā chāhiē . 299Jaisē kaī chījē̃ hōtī haĩ , unkā bāhar sē cover ( C o v e r ; ḍhakkan ) achchhā nahī̃ hōtā hai lēkin andar bahut achchhī chīj hōtī hai . 300Bāhar sē dēkhē̃gē tō lagēgā-patā nahī̃ kyā hai ? 301Lēkin pahchān kar usē khōlkar andar dēkhē̃gē tō baṛhiyā chīj nikal āyēgī .
130Do you remember this?
302Tō drama key|kī her|har bāt kō parakhnē key|kī buddhi chāhiē . 303Niśhchay kī pahchān aisē samay par ātī hai .
131The speciality of the confluence age is that the living lamps are seeing their memorial of the nonliving lamps.
304Paristhiti sāmnē āvē aur paristhiti K|kē samay niśhchay kī sthiti , tab kahē̃gē niśhchay buddhi vijayī .
132You are here in the living form and you are seeing the nonliving memorial.
305Tō tīnō̃ mē̃ pakkā niśhchay cāhiē-bāp mē̃ , apnē āp mē̃ aur drama mē̃ .
133In fact, the day that you celebrate Deepavali is the real date of Deepavali.
306Dard mē̃ taṛap rahē hō aur kahēṅgē-vāh drama vāh !
134This date has just been fixed by the people of the world, but your date is your own.
307Us samay chillāyēṅgē yā vāh-vāh karē̃gē ? 308 hāy bābā bachāō - yah nahī̃ kahē̃gē ?
135That is why the real date is the day that you Brahmins celebrate it.
309Jab niśhchay hai , tō niśhchay kā arth|earth hī hai-sãśay kā nām-niśhān na hō . 310Kuchh bhī hō jāē lēkin aṭal-acal niśhchaybuddhi , kōī bhī paristhiti halchal mē̃ nahī̃ lā|law saktī . 311Kyōṅki halchal mē̃ ānā arthāt kamjōr hōnā . 312Kōī bhī chīj jyādā halchal mē̃ ā jāē , hiltī rahē-tō ṭūṭēgī nā !
136Whom do people ask when they fix any dates?
313Tō saṅkalp mē̃ bhī halchal nahī̃ . 314Aisē aṭal-acal ātmāē aṭal rājya K|kē adhikārī bantī haĩ . 315Satyug-trētā mē̃ aṭal rājya hai , kōī us rājya kō ṭāl nahī̃ saktā . 316Kōī aur rājā laṛāī karkē rājya chhīn lē-yah hō hī nahī̃ saktā .
137They ask brahmins.
317Isliē yah avināśhī aṭal rājya gāyā huā hai . 318Anēk janm yah aṭal-akhaṇḍ rājya kartē hō . 319Lēkin kaun adhikārī bantā ?
138So, today, BapDada is giving greetings of Deepmala to all the constantly ignited lamps in this land and the foreign lands.
320Jō yahā̃ saṅgam par acal-akhaṇḍa rahtē haĩ , khaṇḍit nahī̃ hōtē . 321Āj niśhchay hai , kal niśhchay ḍagmag hō jāē-usakō kahtē haĩ khaṇḍit .
139BapDada is giving congratulations; congratulations for Deepavali means congratulations for becoming complete and full of all treasures.
322Tō khaṇḍit chīj kabhī pūjya nahī̃ hōtī . 323Agar mūrti bhī kabhī khaṇḍit hō jāē tō pūjā nahī̃ hōgī . 324Museum mē̃ bhalē rakhē̃ lēkin pūjā nahī̃ hōgī . 325Tō akhaṇḍ niśhchaybuddhi ātmāē .
140Achcha.
326Aisē niśhchaybuddhi sadā hī vijay key|kī khuśhī mē̃ rahtē haĩ , unkē andar sadā khuśhī K|kē bājē bajtē rahtē haĩ . 327Āj key|kī duniyā mē̃ bhī jab vijay hōtī hai tō bājē bajtē haĩ nā . 328Tō aisē sadā niśhchaybuddhi ātmā K|kē man mē̃ sadā khuśhī K|kē bājē-gājē bajtē rahtē haĩ . 329Bār-bār bajānē nahī̃ paṛtē , automatic bajtē rahtē haĩ .
141To such constantly ignited lamps, the true lamps who are themselves the form of light and who dispel the darkness of others, to those who put all 4 subjects into their practical life at the same time, to such gyani and yogi souls who put the qualifications of the aim of becoming number one in all the subjects into their practical life, to the souls who are embodiments of divine virtues, to the constant servers, the elevated worldbenefactor souls, love, remembrance and namaste from BapDada.
330Aisē anubhav kartē hō ? 331Yā kabhī bājē-gājē band hō jātē haĩ ? 332Bhakti mē̃ kahtē haĩ anahad gīt-jisakī had nahī̃ hōtī , automatic bajtā rahē . 333Tō anahad gīt bajtē rahē̃ .
142Meeting Groups: Those who constantly have the sparkle of happiness visible on their face and in their activity are the fortunate ones.
334Double vidēśhiyō̃ kē pās automatic gīt bajtē haĩ ? 335Sadā bajtē haĩ yā kabhī-kabhī ? 336Sadā bajtē haĩ .
1431. Do all of you consider yourselves to be the souls who always have the fortune of happiness?
337Sabsē baṛē tē baṛā khazānā khuśhī kā abhī miltā hai . 338Sambhālnā ātā hai nā .
144What would be the sign of those souls who have the fortune of happiness?
339Sambhāl karnē key|kī vidhi hai-sadā bāp kō sāth rakhnā . 340Agar bāp sadā sāth hai tō bāp kā sāth hī baṛē tē baṛā safety kā sādhan hai .
145The sparkle of happiness would be constantly visible in their face and their behaviour.
341Tō khazānā safe rakhnā ātā hai yā māyā chōrī karkē jātī hai ? 342Chhip-chhip kar ātī tō nahī̃ hai ? 343Vō bhī chatur hai . 344Ānē mē̃ vō bhī cum|kam nahī̃ hai .
146No matter what physical act they may be doing, even if it is an ordinary task, the sparkle of happiness should be visible while they perform that task.
345Lēkin bāp kā sāth māyā kō bhagānē vālā hai . 346Tō āp kaunsī ātmāē hō ?
147This is known as the mind dancing in constant happiness.
347Niśhchaybuddhi vijayī ātmāē hō !
148Are you constantly like this?
348Sadā vijay kā tilak mastak par lagā huā hai , jis tilak kō kōī miṭā nahī̃ saktā . 349Avināśhī tilak hai nā !
149Or, do you sometimes remain very happy and at other times a little less?
350Yā māyā kā hāth ā jātā hai tō miṭ jātā hai ? 351Achchhā !
150The treasure of happiness has become your own treasure.
352Sabhī mahān ātmāyē̃ hō nā . 353Kahā̃ K|kē bhī hō lēkin is samay tō sabhī madhuban nivāsī hō .
151So, your own treasure would be constantly with you, would it not?
354Madhuban kahnē sē khuśhī hōtī hai nā . 355Kyō̃ ?
152Or, would it only be with you sometimes?
356Madhuban kahnē sē madhuban kā bābā yād ātā hai . 357Isīliē madhuban nivāsī bannā pasand kartē hō . 358Sab chāhtē hō nā-yahī̃ rah jāyē̃ .
153Have you made Baba's treasures your own treasures, or do you forget that they are your treasures?
359Vō bhī din ā jāyēṅgē . 360Khaṭiyā nahī̃ milēgī , takiyā nahī̃ milēgā-phir nīnd kaisē āyēgī ?
154You always remember your physical belongings, do you not?
361Taiyār hō aisē sōnē kē liē ? 362Apnī bā̃h kō hī takiyā banānā paṛēgā , patthar par sōnā paṛēgā . 363Kitnē din sōyēṅgē ? 364Abhyās sab hōnā chāhiē .
155Those treasures are visible with your eyes, but this treasure is not visible with the eyes; you experience it with your heart.
365Agar sādhan miltā hai tō bhalē sōō , lēkin nahī̃ milē tō nīnd nahī̃ āvē-aisā abhyās nahī̃ hō .
156So, can you forget anything that you have experienced?
366Abhī tō kisī kō khaṭiyā chāhiē , kisī kō alag kamrā chāhiē . 367Isliē jyādā nahī̃ maṅgātē .
157Always have the awareness that you are the masters of the treasure of happiness.
368Agar sabhī paṭ par sōō tō kitnē ā saktē haĩ ? 369Double saṅkhyā hō saktī hai nā .
158The more you remember your treasure, the more intoxication you will experience.
370Phir kōī nahī̃ kahēgā-ṭāṅg mē̃ dard hai , kamar mē̃ dard hai , baiṭh nahī̃ saktī hū̃ ? 371Kyā bhī milē , khānā milē , nahī̃ milē-taiyār hō ?
159So, this spiritual intoxication will give others the experience that you have something valuable.
372Vō bhī paper āyēgā . 373Double vidēśhī paṭ mē̃ sō sakē̃gē ?
160What do the mothers remember all the time?
374Itnē pakkē hōnē cāhiē-agar bistarā milā tō bhī achchhā , nahī̃ milā tō bhī achchhā .
161Do you just remember the Father, or do you remember something else too?
375 hāy-hāy nahī̃ karē̃gē . 376Sahan karnē mē̃ mātāē hōśhiyār hōtī haĩ .
162The happiness of the inheritance would be visible, would it not?
377Pāṇḍav bhī hōśhiyār haĩ . 378Jab itnā sāth hōgā tō saṅgaṭhan key|kī khuśhī sab-kuchh bhulā dētī hai . 379Tō niśhchay hai nā .
163Since the whole world for a Brahmin life is the Father, what else would you remember except the world?
380Brāhmaṇ jīvan arthāt mauj hī mauj-uṭhē̃ tō bhī mauj mē̃ , sōyē̃ tō bhī mauj mē̃ . 381Achchhā ! 382Group nã . 5
164Constantly continue to sing the songs of your elevated fortune in your heart.
383Apnī śhrēṣhṭh śhān mē̃ rahō tō parēśhāniyā̃ samāpt hō jāyēṅgī 384Sabhī apnī sthūl seat par set hō gayē .
165Would you be able to attain such an elevated fortune throughout the whole cycle?
385Set hōnē mē̃ khuśhī hōtī hai nā ! 386Upset hōnā achchhā nahī̃ lagtā hai aur set hōnā achchhā lagtā hai .
166So out of the whole cycle what are you able to attain only at this time?
387Tō aisē hī sadā man aur buddhi key|kī sthiti key|kī seat par set rahtē hō ? 388Yā upset bhī hōtē hō ?
167The happiness and intoxication of the present time is the most elevated of all.
389Upset hōnē sē parēśhānī hōtī hai aur set hōnē sē khuśhī hōtī hai , ārām miltā hai . 390Tō sadā khuśhī mē̃ rahtē hō yā thōṛā-thōṛā parēśhān hōtē hō ? 391Apnī śhān kō bhūlnā arthāt parēśhān hōnā . 392Tō saṅgamyug par sabsē baṛē tē baṛī āp brāhmaṇō̃ key|kī śhān kaunsī hai ?
168So, do the mothers remember any other relatives?
393Īśhvarīy śhān hai nā-sarvaśrēṣṭha ātmāē haĩ . 394Tō sarvaśhrēṣhṭha bannē kā śhān hai .
169Is there fluctuation in any of your relationships?
395Tō yād rahtā hai ki ham hī ūñchē tē ūñchē bhagvān K|kē bachchē ūñchē tē ūñchē haĩ . 396Jab yē śhān yād rahtā hai tō kabhī bhī parēśhān nahī̃ hōṅgē . 397Chāhē kōī kitnā bhī parēśhān karē lēkin āp nahī̃ hōṅgē kyōṅki āpkā śhān sabsē ūñchā hai . 398Tō kabhī-kabhī vyavahār mē̃ , kabhī vātāvaraṇ K|kē kāraṇ parēśhān hōtē hō ?
170Do you feel that attachment there?
399Parēśhān 63 janm rahē . 400Bhaṭaknā mānā parēśhān hōnā .
171Has all your attachment finished?
401Bhakti mē̃ bhaṭaktē rahē nā ! 402Tō ādhā kalp parēśhān rahnē kā anubhav kar liyā . 403Abhī tō śhān mē̃ rahē̃gē nā !
172Those who say, "No matter what happens, I will not have any attachment", raise your hand!
404Dēvtāī śhān sē bhī ūñchā yē brāhmaṇ śhān hai .
173OK, the test paper of attachment can come to you?
405Dēvtāī tāj aur takht sē ūñchā takht abhī hai .
174Pandavas are conquerors of attachment, are they not?
406Tō takht par baiṭhnā ātā hai yā khisak jātē hō nīchē ? 407Sabhī kō takht aur tilak milā hai , tāj bhī milā hai .
175If there is any fluctuation in your interaction with others, are you conquerors of attachment then?
408Sēvā kā tāj milā hai . 409Tō tāj māthē mē̃ rūktā hai yā utar jātā hai ?
176Even now, Maya gives you a paper every now and then.
410Tō takhtnaśhīn ātmāē kabhī parēśhān nahī̃ hō saktī̃ . 411Takht kōī chhīn lētā hai tō parēśhān hōtē haĩ . 412Tō sadā apnī prāptiyō̃ key|kī smr̥iti mē̃ rahō . 413Sadā apnī buddhi mē̃ sarv prāptiyō̃ key|kī list rakhō .
177Do you pass in that?
414Copy mē̃ nahī̃ , buddhi mē̃ rakhō .
178Or, do you become a little slack when Maya comes?
415Agar prāptiyō̃ key|kī list sāmnē rahē tō sadā apnā śhrēṣhṭh śhān svataḥ smr̥iti mē̃ rahēgā . 416Ēk bhī prāpti kō sāmnē rakhō tō kitnī śhakti ātī hai ! 417Aur sarv prāptiyā̃ smr̥iti mē̃ rahē̃ tō sarvśhaktivān sthiti sahaj hō jāyēgī . 418Jab prāptiyō̃ key|kī list sadā buddhi mē̃ hōgī tō svataḥ hī man sē , dil sē gīt gāyēṅgē-pānā thā vō pā liyā … !
179So, continually sing songs of happiness.
419Sadā khuśhī mē̃ nāchtē rahēṅgē-pā liyā ! 420Duniyā vālē pānē kē liē bhaṭak rahē haĩ aur āp kahēṅgē-pā liyā , ṭhikānā mil gayā , bhaṭaknā samāpt hō gayā . 421Abhī man vyarth saṅkalpō̃ mē̃ bhaṭaktā hai ? 422Jab bhī man yā buddhi bhaṭaktī hai tō yah gīt gāō-pānā thā sō pā liyā … !
180Do you understand?
423Bāp milā sab-kuchh milā . 424Isī naśhē mē̃ rahō .
181No matter what you lose, your happiness should not diminish.
425Samjhā ? 426Yah nahī̃ yād rakhō ki ham dillī K|kē haĩ yā ham banāras K|kē haĩ .
182No matter in what form Maya comes, your happiness should not diminish.
427Kabhī bhī pravr̥itti mē̃ yā ghar mē̃ rahatē-yah nahī̃ sōchō . 428Sēvā-sthān par rah rahē hō . 429Sēvā-sthān samajhnē sē nyārē-pyārē rahē̃gē .
183Only those who remain constantly happy to this extent have the fortune of happiness. 184Achcha.
430Ghar samajhnē sē mērā-mērā āēgā aur sēvā-sthān hai tō trustee rahē̃gē .
185Now, what wonder do those from Andhra and Karnataka have to perform?
431Gr̥ihasthī arthāt mērāpan aur trustee arthāt tērā .
186No soul should remain deprived.
432Sēvā-sthān samajhnē sē sadā sēvā yād rahēgī .
187You have to give the message to each and every soul.
433Pravr̥itti hai tō pravr̥itti kō nibhānē mē̃ hī lag jāyēṅgē .
188Wherever you may be staying, all souls should receive the message.
434Sēvādhārī sadā nyārē rahē̃gē . 435Sab-kuchh bāp K|kē havālē kar diyā .
189The more you give the message, the more your happiness will increase.
436Isliē sab tērā . 437Jab saṅkalp kar liyā ki maĩ bābā key|kī aur bābā mērā , tō jō saṅkalp hai vahī sākār rūp mē̃ lānā hai . 438Sirph saṅkalp nahī̃ lēkin sākār svarūp mē̃ , her|har karma mē̃ mērā bābā mānkar K|kē chalnā . 439Mērā bābā hai bīj , bīj mē̃ sārā vr̥ikṣha samāyā huā hai .
190Achcha.
440Achchhā !
191* * * O MS H A N T I * * *