गुरुवार 12 नवंबर 1992 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 112-11-92 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 12-11-92 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Bhaviṣhya viśhva-rājya kā ādhār-saṅgamayug kā svarājya 3Viśhva-rachtā bāpdādā apnē svarājya adhikārī bachchō̃ prati bōlē -
1The basis of the future world sovereignty is the selfsovereignty of the confluence age.
4Āj viśhva-rachtā bāpdādā apnē sarv svarājya adhikārī bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .
2Today, BapDada, the Creator of the World, is seeing all His children who have a right to selfsovereignty.
5Is vartamān saṅgamyug K|kē svarājya adhikārī aur bhaviṣhya mē̃ viśhva-rājya adhikārī bantē hō . 6Kyōṅki svarājya sē hī viśhva K|kē rājya kā adhikār prāpt kartē hō .
3You have a right to self sovereignty at the present confluence age, and in the future you become those who have a right to world sovereignty, because it is only through selfsovereignty that you claim the right to world sovereignty.
7Is samay K|kē svarājya key|kī prāpti kā anubhav bhaviṣhya viśhva K|kē rājya sē bhī ati śhrēṣhṭh anubhav hai ! 8Sārē drama K|kē andar rājya-adhikārī rājya kartē ātē haĩ . 9Sabsē śhrēṣhṭh pahlā hai svarājya , jiskē ādhār sē āp svarājya adhikārī ātmāē anēk janm satyug-trētā tak viśhva-rājya adhikārī bantē hō . 10Tō pahlā hai svarājya , phir ādhā kalp hai viśhva-rājya adhikār aur dvāpar sē lēkar K|kē , rājya tō hōtā hī hai lēkin viśhva-rājya nahī̃ , state K|kē rājāyē̃ bantē haĩ .
4The experience of selfsovereignty at this time is even more elevated than the future world sovereignty.
11Sārē viśhva par ēk rājya , vah sirph satyug mē̃ hī hōtā hai . 12Tō tīn prakār K|kē rājya sunāyē .
5Throughout the whole drama, those who have had a right to the kingdom have been ruling.
13Rājya arthāt sarv adhikār key|kī prāpti . 14Satyug-trētā key|kī rājnīti , dvāpar key|kī rājnīti aur saṅgamyug key|kī svarājya nīti-tīnō̃ kō achchhī rīti sē jāntē hō . 15Saṅgamyug key|kī rājnīti arthāt har ēk brāhmaṇ ātmā sva kā rājya adhikārī bantā hai . 16Har ēk rājyōgī hai .
6Firstly, the most elevated kingdom is that of selfsovereignty and on the basis of this, you souls who have a right to self sovereignty become those who have a right to world sovereignty for many births from the golden age through the silver age.
17Sabhī rājyōgī hō . 18Yā prajāyōgī hō ? 19Rājyōgī hō nā . 20Tō rājyōgī arthāt rājā bannē vālē yōgī .
7So first is selfsovereignty, and then for half the cycle, you claim the right to world sovereignty.
21Svarājya adhikārī ātmāō̃ key|kī viśhēṣh nīti hai-jaisē rājā apnē sēvā K|kē sāthiyō̃ kō , prajā kō jaisā , jō order kartē haĩ , us order sē , usī nīti pramāṇ sāthī vā prajā kārya kartē haĩ . 22Aisē āp svarājya adhikārī ātmāē apnī yōg key|kī śhakti dvārā her|har karmēndriy kō jaisā order kartī hō , vaisē her|har karmēndriy āpkē order K|kē andar chaltī hai . 23Na sirph yah sthūl śharīr key|kī sarv karmēndriyā̃ lēkin man , buddhi , saṅskār bhī āp rājya-adhikārī ātmā K|kē direction pramāṇ chaltē haĩ . 24Jab chāhō , jaisē cāhō-vaisē man arthāt saṅkalp śhakti kō vahā̃ sthit kar saktē hō .
8Then, from the copper age onwards there are kingdoms, but those are not world sovereignty.
25Arthāt man , buddhi , saṅskār K|kē bhī rājya-adhikārī . 26Saṅskārō̃ K|kē vaśh nahī̃ lēkin saṅskār kō apnē vaśh mē̃ kar śhrēṣhṭh nīti sē kārya mē̃ lagātē hō , śhrēṣhṭh saṅskār pramāṇ sambandh-sampark mē̃ ātē hō . 27Tō svarājya key|kī nīti hai-man , buddhi , saṅskār aur sarv karmē-ndriyō̃ kē ūpar sva arthāt ātmā kā adhikār . 28Agar kōī karmēndriyā̃-kabhī āṅkh dhōkhā dētī , kabhī bōl dhōkhā dētā , vāṇī arthāt mukh dhōkhā dētā , saṅskār apnē control mē̃ nahī̃ rahatē-tō uskō svarājya adhikārī nahī̃ kahē̃gē , uskō kahēṅgē-svarājya adhikār K|kē puruṣhārthī .
9They become the kings of states.
29Adhikārī nahī̃ lēkin puruṣhārthī .
10Only in the golden age is there one kingdom over the entire world.
30Vāstav mē̃ rājya-adhikārī ātmā kō svapn mē̃ bhī kōī karmēndriy vā man , buddhi , saṅskār dhōkhā nahī̃ dē saktē . 31Kyōṅki adhikārī haĩ , adhikārī kabhī adhīn nahī̃ hō saktā . 32Adhīn haĩ tō adhikārī bannē K|kē puruṣhārthī haĩ . 33Tō apnē sē pūchō-puruṣārthī hō yā adhikārī hō ?
11So, you heard of three types of kingdom.
34Adhikārī ban gayē yā ban rahē haĩ ?
12A kingdom means the attainment of all rights.
35Tō svarājya kā rūhānī naśhā kyā anubhav karātā hai ? 36Kyā ban jātē hō ? 37Bēphikr bādśhāh , bēgampur K|kē bādśhāh ! 38Sabsē baṛē tē baṛā bādśhāh hai bēphikr bādśhāh aur sabsē baṛē tē baṛā rājya hai bēgampur kā rājya .
13The governing system of the golden and silver ages, the governing system of the copper age and the system of selfsovereignty of the confluence age: you know all 3 very well.
39Bēgampur K|kē rājya adhikārī kē āgē yah viśhva kā rājya bhī kuchh nahī̃ hai . 40Yah bēgampur K|kē rājya kā adhikār ati śhrēṣhṭh aur sukhmay hai .
14The system of the confluence age is that each and every Brahmin soul becomes one who has sovereignty over the self.
41Hai hī bē-gam . 42Tō bēgampur kā anubhav hai nā .
15All of you are Raja Yogis.
43Yā kabhī-kabhī nīchē ā jātē hō ? 44Sadā rūhānī naśhē mē̃ bē ॰ gamapur K|kē bādśhāh haĩ-is adhikār mē̃ rahō . 45Nīchē nahī̃ āō .
16Are all of you Raja Yogis or are some of you praja yogis (yogis who become subjects)?
46Dēkhō , ājkal K|kē rājya mē̃ bhī agar kōī kursī par hai tō uskā adhikār hai aur kal kursī sē utar ātā tō uskā adhikār rahtā hai ? 47Sādhāraṇ ban jātā hai . 48Tō āp bhī svarājya K|kē naśhē mē̃ rahtē hō , akāl takhtnaśhīn rahtē hō . 49Sabhī kē pās takht hai nā .
17You are Raja Yogis, are you not?
50Tō takht kō chhōṛtē kyō̃ hō ? 51Sadā takhtnaśhīn rahō , rūhānī naśhē mē̃ rahō .
18So to be a Raja Yogi means a yogi who is going to become a king.
52Akālatakht-vah amr̥itsar vālā akāl-takht nahī̃ , yah akāltakht . 53Yah akāltakht sabhī kē pās hai .
19Souls who have a right to selfsovereignty have a special system.
54Tō akāl takhtnaśhīn svarājya adhikārī kisnē banāyā ? 55Bāp nē her|har brāhmaṇ bachchē kō takhtnaśhīn rājā banā diyā hai . 56Sārē sr̥iṣhṭi-chakra K|kē andar aisā kōī bāp hōgā jiskē anēk sab rājā bachchē hō̃ ! 57Lakṣhmī-nārāyaṇ bhī aisā nahī̃ ban saktē .
20Just as a king orders his service companions or his subjects to carry out a task, and they do it according to that system, in the same way, when you souls who have a right to selfsovereignty give an order to any of your physical organs with your power of yoga, then each organ functions under your control; not just all the physical organs of the body, but even the mind, intellect and sanskars function according to the directions of you souls who have a right to selfsovereignty.
58Yah paramātma-bāp hī kahtē haĩ ki mērē sabhī bachchē , rājā bachchē haĩ . 59Vaisē duniyā mē̃ kah dētē haĩ-yah rājā bachchā hai .
21You are able to stabilise your thought power, which is the mind, wherever you wish, whenever you wish.
60Lēkin banē kuchh bhī-sarvēnṭa banē yā kuchh bhī banē .
22That is, you have sovereignty even over your mind, intellect and sanskars.
61Lēkin kahnē mē̃ ātā hai rājā bēṭā . 62Lēkin is samay āp practical mē̃ rājyōgī arthāt rājē bachchē bantē hō .
23You are not subservient to your sanskars, but you have control over sanskars and you use them for a task with the elevated principles.
63Tō bāp kō bhī naśhā hai aur bachchō̃ kō bhī naśhā hai . 64Tō svarājya key|kī nīti kyā rahī ?
24You come into relationship and connection with others on the basis of your elevated sanskars.
65Sva par rājya , her|har karmēndriy kē ūpar adhikār hō . 66Aisē nahī̃ ki dēkhnē tō nahī̃ chāhtē thē lēkin dēkh liyā . 67Āṅkhē̃ khulī thī̃ nā , isliē dēkhnē mē̃ ā gayā .
25So the system of selfsovereignty is for the self, that is, the soul, to have a right over the mind, intellect and sanskars and all the physical organs.
68Kān kō darvājā nahī̃ hai , isliē kān mē̃ bāt paṛ gaī . 69Lēkin dō kān haĩ . 70Agar aisī bāt sun bhī lī tō nikālnē kā bhī rāstā hai . 71Isliē is bhārat mē̃ hī viśhēṣh yah chitra bāpū key|kī yād mē̃ banā huā hai-burā na dēkhō , burā na sunō , burā na bōlō .
26If any physical organ deceives you sometimes your eyes deceive you, sometimes your words deceive you, sometimes your speech, that is, your lips, deceive you if your sanskars are not under your control, you are not said to be a selfsovereign.
72Yah tīn dikhātē haĩ , āp chār dikhātē hō . 73Burā sōchō bhī nahī̃ .
27That is called being an effortmaker for selfsovereignty, not one who has a right, but one who is an effortmaker.
74Kyōṅki pahlē sōchnā hōtā , phir bōlnā hōtā , phir dēkhnā hōtā hai . 75Tō isliē kanṭrō-liṅg power , ruling power rakhō . 76Rājā arthāt ruling power .
28In fact, a soul who has a right to sovereignty can never be deceived by the physical organs, the mind, intellect or sanskars even in dreams, because he has a right.
77Rājā hō aur ruling power hō hī nahī̃ , tō kaun rājā mānēgā . 78Tō svarājya arthāt ruling power , controlling power . 79Bāpdādā nē pahlē bhī sunāyā hai ki kaī bachchē parakhnē mē̃ bahut hōśhiyār hōtē haĩ . 80Kōī bhī galatī|galtī hōtī hai , jō nīti pramāṇ nahī̃ hai , tō samajhtē haĩ ki yah nahī̃ karnā chāhiē , yah satya nahī̃ hai , yathārth nahī̃ hai , ayathārtha hai , vyarth hai .
29A soul who has a right can never be subservient.
81Lēkin samajhtē huē phir bhī kartē rahtē yā kar lētē . 82Tō iskō kyā kahē̃gē ?
30If a soul is subservient, he is still making effort to become one who has a right.
83Kaunsī power key|kī kamī hai ? 84Controlling power nahī̃ .
31So, ask yourself whether you are an effortmaker or one who has a right.
85Jaisē-ājakal kār|car chalātē haĩ , dēkh bhī rahē haĩ ki accident hōnē key|kī sambhāvanā hai , brake lagānē key|kī kōśhiśh kartē haĩ , lēkin brake lagē hī nahī̃ tō jarūr accident hōgā nā . 86Brake hai lēkin powerful nahī̃ hai aur yahā̃ kē bajāē vahā̃ lag gaī , tō bhī kyā hōgā ? 87Itnā samay tō parvaśh hōgā nā . 88Chāhtē huē bhī kar nahī̃ pātē .
32What are you?
89Brake lagā nahī̃ saktē yā brake powerful na hōnē K|kē kāraṇ ṭhīk lag nahī̃ saktī . 90Tō yah check karō .
33Have you become one who has a right or are you still becoming that?
91Jab ūñchī pahāṛī par chaṛhtē haĩ tō kyā likhā huā hōtā hai ? 92Brake check karō .
34What experience do you have of the spiritual intoxication of selfsovereignty?
93Kyōṅki brake safety kā sādhan hai . 94Tō controlling power kā vā brake lagānē kā arth|earth yah nahī̃ ki lagāō yahā̃ aur brake lagē vahā̃ . 95Kōī vyarth kō control karnē chāhtē haĩ , samajhtē haĩ-yah wrong hai . 96Tō usī samay wrong kō right mē̃ parivartan hōnā chāhiē .
35What do you become?
97Iskō kahā jātā hai controlling power . 98Aisē nahī̃ ki sōch bhī rahē haĩ lēkin ādhā ghaṇṭā vyarth chalā jāyē , pīchhē control mē̃ āyē . 99Bahut purūṣhārth karkē ādhē ghaṇṭē kē bād parivartan huā tō uskō controlling power nahī̃ , ruling power nahī̃ kahā jātā . 100Yah huā thōṛā-thōṛā adhīn aur thōṛā-thōṛā adhikārī-miksa .
36Carefree emperors: emperors of the land that is free from sorrow.
101Tō uskō rājya-adhikārī kahē̃gē yā puruṣhārthī kahē̃gē ? 102Tō ab puruṣhārthī nahī̃ , rājya-adhikārī banō . 103Yah svarājya adhikār kā śhrēṣhṭh mazā hai .
37The greatest emperors are those who are free from any worry, and the greatest kingdom is the kingdom of the land that is free from sorrow.
104Svarājya adhikārī arthāt sadā mauj hī mauj mē̃ rahnā . 105Mauj mē̃ rahnē vālā kabhī kisī bāt mē̃ mūnjhtā nahī̃ hai .
38In front of those who have a right to the kingdom of the land that is free from sorrow, this world sovereignty is nothing.
106Agar mūñjhtē haĩ tō mauj nahī̃ hai . 107Tō saṅgamyug par mauj hī mauj hai nā . 108Yā kabhī-kabhī mauj hai ? 109Śhaktiyō̃ kō , pāṇḍavō̃ kō mauj hai nā .
39The right to the kingdom of the land that is free from sorrow is very elevated and one that gives happiness.
110Tō samjhā , svarājya key|kī nīti kyā hai aur viśhva-rājya key|kī nīti kyā hai ? 111Chāhē prajā hai , chāhē royal family hai lēkin prajā , prajā nahī̃ , prajā bhī ēk parivār hai . 112Parivār key|kī nīti-yah hai satyug-trētā key|kī rājnīti . 113Rājā kahlātē haĩ lēkin rājā hōtē bhī parampriya pitā kā svarūp hai .
40It is completely free from any sorrow.
114Parivār key|kī vidhi sē rājnīti chaltī hai . 115Chāhē rājya kārōbār bhinn-bhinn hāthō̃ mē̃ hōgī lēkin parivār K|kē snēh key|kī vidhi sē kārōbār hōgī . 116Aisē nahī̃ ki rājā kē pās bahut dhan-daulat hō aur prajā mē̃ kōī kō khānē-pīnē K|kē liyē bhī nahī̃ hō . 117Dvāpar-kaliyug key|kī rājnīti mē̃ law and order chaltā hai .
41So, do you have the experience of being free from sorrow?
118Lēkin viśhva-rājya , dēv-rājya K|kē samay yahī nīti chaltī hai , law nahī̃ lēkin snēh aur sambandh key|kī nīti chaltī hai . 119Kōī bhī ātmā duḥkh śhabda kō bhī nahī̃ jāntī . 120Chāhē rājā hō , chāhē prajā hō lēkin duḥkh-aśhānti kā nām-niśhān nahī̃ . 121Duḥkh kyā chīj hōtī hai-usakā agyān hai , gyān hī nahī̃ hai .
42Or, do you sometimes come down?
122Jaisē is samay svarājya K|kē samay bhī āpkō bāpdādā kis nīti sē chalātē haĩ ? 123Snēh aur śhrīmat .
43Constantly maintain the right of the spiritual intoxication of being a carefree emperor of the land that is free from sorrow.
124Śhrīmat par chaltē rahtē tō kōī bhī sakht order karnē key|kī āvaśhyaktā nahī̃ hai . 125Agar nīti kō bhūltē haĩ tō svayã , svayã kō kaliyugī nīti mē̃ chalātē haĩ . 126Tō viśhva K|kē rājya kī nīti bhī bahut pyārī hai . 127Kyōṅki anēktā nahī̃ hai , ēk rājya hai aur akhuṭ khazānā hai !
44Do not come down.
128Prajā bhī itnī sampann hōgī-ājakal K|kē jō baṛē-baṛē padmapati haĩ , unhō̃ sē bhī jyādā ! 129Aprāpti kā nām-niśhān nahī̃ . 130Lēkin iskā ādhār kyā ? 131Svarājya .
45Look, in today’s kingdom, when someone is in the chair (of position), he has a right, and if tomorrow he comes off the chair, does he still have a right?
132Is samay sampann bantē hō , isliē paramātma-sampatti key|kī sampannatā satyug-trētā K|kē anēk janm prāpt hōtī hai . 133Isliē kahā-nambaravan rājya hai svarājya , phir hai viśhva-rājya aur tīsrā hai dvāpar-kaliyug kā alag-alag state kā rājya . 134Is rājya kō tō achchhī tarah jāntē hī hō , varṇan karnē key|kī āvaśhyaktā nahī̃ . 135Tō sadā kis naśhē mē̃ rahnā hai ?
46He becomes ordinary.
136Svarājya hamārā janmasiddh adhikār hai ! 137Kis janm kā ? 138Brāhmaṇ janm kā . 139Brahmā bāp nē janmatē hī svarājya kā tilak her|har brāhmaṇ ātmā kō lagāyā .
47So, you should also stay in the intoxication of selfsoveriegnty, remain seated on your immortal throne.
140Til-kadhārī hō nā . 141Tilak hai smr̥iti kā . 142Tilak bhī hai , takht bhī hai aur tāj bhī hai . 143Tājdhārī hō nā .
48All of you have this throne, do you not?
144Kaunsā tāj hai ? 145Viśhva-kalyāṇ kā tāj . 146Viśhva-kalyāṇakārī hō nā .
49So, why do you leave your throne?
147Purity kā tāj aur viśhva-kalyāṇ kā tāj-ḍabal tāj hai . 148Purity kā tāj hai-lāiṭ kā tāj aur viśhva-kalyāṇ kā tāj hai-sēvā kā tāj . 149Viśhva-sēvādhārī hō nā . 150Aisē nahī̃ ki state K|kē sēvādhārī samajhō-ham gujarāt K|kē haĩ , ham rājasthān K|kē haĩ , ham dillī K|kē sēvādhārī haĩ .
50Always remain seated on the throne; always maintain the spiritual intoxication.
151Nahī̃ . 152Viśhva-sēvādhārī . 153Kahā̃ bhī rahtē haĩ lēkin vr̥itti aur dr̥iṣhṭi bēhad key|kī .
51It is this immortal throne, not that immortal throne of Amritsar.
154Agar viśhva-sēvādhārī nahī̃ banē̃gē tō na svarājya , na viśhva-rājya , phir dvāpar-kaliyug mē̃ state kā rājā bannā paṛēgā . 155Lēkin viśhva-rājya adhikārī kē liē sadā apnā tāj , tilak aur takht-sadā is par sthit rahō . 156Śharīr sē takht par nahī̃ baiṭhnā hai lēkin buddhi dvārā smr̥iti key|kī sthiti sē sthit rahnā hai . 157Sthiti mē̃ sthit hōnā-yahī takht par baiṭhnā hai , jō sadaiv baiṭh saktē haĩ .
52This is the immortal throne.
158Śharīr sē tō kitnē ghaṇṭē baiṭhē̃gē ? 159Thak jāyēṅgē nā .
53All of you have this immortal throne.
160Lēkin buddhi dvārā sthiti mē̃ sthit rahanā-yah hai takhtnaśhīn hōnā . 161Yah tō sahaj hai nā .
54So, who made you the selfsovereigns who are seated on an immortal throne?
162Tō svarājya K|kē naśhē mē̃ nirantar sthit rahō . 163Samjhā , kyā karnā hai ?
55The Father made each Brahmin child a king seated on a throne.
164Puruṣhārthī nahī̃ lēkin adhikārī bannā . 165Sabhī nē milan manāyā nā . 166Sabhī bhāg-bhāg kar ātē haĩ paramātma-milan kā mēlā manānē kē liē .
56Throughout the whole world cycle, would there be such a father whose every child is a king?
167Tō milan K|kē mēlē mē̃ āyē hō nā . 168Yah mēlā lagtā hai yā bhīṛ lagtī hai ?
57Even Lakshmi and Narayan cannot be like that.
169Ārām hai nā . 170Ārām sē rahnā , khānā , calanā-sab ārām sē hai nā .
58Only God, the Father, says that every child of His is a king.
171Phir bhī bahut lucky hō . 172Un mēlō̃ K|kē māphik miṭṭī mē̃ tō nahī̃ rahē huē hō . 173Phir bhī bistarā aur khaṭiyā tō milī huī hai nā . 174Vahā̃ mēlē mē̃ tō nahāō tō bhī miṭṭī , rahō tō bhī miṭṭī aur khāō tō bhī miṭṭī sāth mē̃ āyēgī .
59In the world, people say that their child is a king, but he might become anything he might even become a servant or something else but he would still be called a child king (raja beta).
175Yahā̃ bachchē ātē haĩ apnē ghar mē̃ . 176Naśhē sē ātē hō . 177Bāp bhī khuśh aur bachchē bhī khuśh . 178Hall|hāl mē̃ pīchhē baiṭhnē vālē sabsē āgē hō .
60However, at this moment, you are Raja Yogis in a practical way, that is, you have become kingly children.
179Kyōṅki bāpdādā key|kī pahlī nazar last tak jātī hai . 180Achchhā !
61So the Father has this intoxication and the children also have this intoxication.
181Sarv svarājya-adhikārī bēphikr bādśhāh bachchō̃ kō , sarv viśhva-rājya adhikārī anēk janm sampūrṇ sampann rahnē vālī ātmāō̃ kō , sadā tilak , tāj aur takhtnaśhīn adhikārī bachchō̃ kō , sadā bēhad key|kī sēvā K|kē umaṅg-utsāh mē̃ rahnē vālē viśhēṣh bachchō̃ kō , dēśh-vidēśh K|kē sarv sammukh anubhav karnē vālē bachchō̃ kō bāpdādā kā padmaguṇā yād , pyār . 182Sāth-sāth sarv K|kē snēh K|kē patrō̃ kā bhī respond dē rahē haĩ . 183Vidēśh aur dēś-dōnō̃ apnē-apnē vidhi pramāṇ sva K|kē purūṣhārth mē̃ siddhi kō prāpt kar rahē haĩ aur sēvā mē̃ bhī sadā āgē baṛhnē K|kē utsāh mē̃ lagē huē haĩ . 184Isliē har ēk kisī bhī kōnē mē̃ rahnē vālē hō̃ lēkin unhō̃ key|kī yād , sēvā-samāchār , pyār K|kē patra , sthiti K|kē umaṅg-utsāh kā samācār-sab prāpt huā aur bāpdādā sabhī bachchō̃ kō bahut-bahut-bahut nām sahit , har ēk key|kī viśhēṣhtā sahit yād , pyār dē rahē haĩ aur sadā isī yād , pyār key|kī pālnā sē pal rahē hō , uṛ rahē hō aur uṛtē-uṛtē mañjil par pahuñchnā hī hai vā yah kahē̃ ki pahũchē huē hī hō .
62So what is the system of selfsovereignty?
185Tō yād , pyār aur namastē . 186Rājasthān K|kē rājyapāl ḍô . aim|M|am . cannā rēḍḍījī sē mulākāt 187Saṅgamyug K|kē svarājya-adhikārī hō nā .
63To rule the self, to have a right over every physical organ.
188Svarājya milā nā . 189Achchhā , apnē īśhvarīy parivār kā snēh practical mē̃ dēkhā . 190Yah īśhvarīy parivār K|kē pyār kā adhikār kis viśhēṣhtā sē prāpt kiyā ? 191 ( bābā K|kē āśhīrvād sē ) .
64It shouldn't be that you did not wish to see something, but that you still saw it, that your eyes were open, and so you saw it, that the ears do not have any doors, and so the conversation went in to your ears.
192Lēkin āpkī bhī ēk viśhēṣhtā hai , jis viśhēṣhtā K|kē kāraṇ samīp ā sakē . 193 ( bhakti ) bhakti bhī hai , aur śhakti bhī hai . 194Ādi sē ab tak jīvan mē̃ āgē baṛhnē kā ādhār jō hai , vō hai āpkī himmat . 195Gāyā huā hai - himmatē bachchē madadē bāp .
65You have 2 ears.
196Tō her|har kṣhētra mē̃ himmat nē āpkō sahārā diyā hai , isliē himmat K|kē kāraṇ bēphikr hōkar āgē baṛhē hō . 197Tō isī viśhēṣhtā kō sadā sāth rakhnā . 198Sadā amr̥itvēlē jab āṅkh khulē tō apnē kō tīn bindiyō̃ kā tilak lagānā - ( 1 ) maĩ ātmā bindu hū̃ , ( 2 ) bāp bhī bindu hai aur ( 3 ) jō drama mē̃ hō gayā , bīt chukā uskā fullstop lagānā . 199Tō yah tīn bindiyō̃ kā tilak sadā hī rājy-tilak kā adhikārī banāyēgā .
66If you hear something, there is also a way to let it out.
200Abhī svarājya phir viśhva kā rājya . 201Bhakti kā phal tō miltā hai nā . 202Bhakti kā phal hai sahaj milan . 203 ( yugal sē ) bachchī bhī achchhī mauj mē̃ rahtī hai .
67Therefore, that special image has been created in Bharat, in memory of Bapu Gandhi: "See no evil, hear no evil, speak no evil!
204Mauj hī mauj hai nā . 205 ( āpkā āśhīrvād chāhiē ) sārā din sirph ēk śhabda yād rakhō , vō hai - mērā bābā . 206Tō mērā kahnē sē adhikār hō jāyēgā . 207Tō āśhīrvād kā adhikār svataḥ hī prāpt hōgā .
68They show 3 things, whereas you show 4 things.
208Yah tō sahaj hai nā . 209Kōī bhī kārya karō lēkin yah yād rakhō ki mērā bābā aur bābā kā yah kārya kar rahī hū̃ . 210Trustee hōkar kārya karō . 211Tō trustee kō kabhī kōī bōjh nahī̃ hōtā hai .
69Do not even think evil, because first you think of something, then you speak of it, then you see it.
212Na bōjh hōgā , na bhūlē̃gē . 213Phir bhī bhakti mē̃ yād tō kiyā hai nā . 214Yād kā return hai-mauj mē̃ rahnā . 215 ( kr̥iṣhṇa key|kī bhakta hai ) tō kr̥iṣhṇa K|kē rājya mē̃ chalnā hai nā .
70Therefore, you should have controlling power and ruling power.
216Tō abhī chalē̃gī ? 217Yē sab āpkō lēkar hī jāyēṅgē , kōī chhōṛkar nahī̃ jāyēṅgē .
71To be a king means to have ruling power.
218Phir bhī dōnō̃ K|kē achchhē vichār haĩ . 219Achchhā ! 220Avyakt bāpdādā key|kī personal mulākāt 221Group nã . 1
72If someone is a king and does not have ruling power, who would accept him as a king?
222Sva-sthiti kō aisā śhaktiśhālī banāō jō paristhiti kabhī nīchē-ūpar na kar sakē 223Sadā apnē bhāgya K|kē chamaktē huē sitārē kō dēkhtē rahtē hō ? 224Bhāgya kā sitārā kitnā śhrēṣhṭh chamak rahā hai ! 225Sadā apnē bhāgya K|kē gīt gātē rahtē hō ?
73So selfsovereignty means ruling power and controlling power.
226Kyā gīt hai ? 227Vāh mērā śhrēṣhṭh bhāgya ! 228Yah gīt sadā bajtā rahtā hai ? 229Automatic hai yā mēhnat karnī paṛtī hai ?
74BapDada also told you earlier that some children are very clever in discriminating.
230Automatic hai nā . 231Kyōṅki bhāgyavidhātā bāp apnā ban gayā . 232Tō jab bhāgyavidhātā K|kē bachchē ban gayē , tō issē baṛā bhāgya aur kyā hōgā ! 233Bas yahī smr̥iti sadā rahē ki bhāgyavidhātā K|kē bachchē haĩ .
75When they make a mistake, when something is not according to the system, they understand that they should not do that, that it is not true, that it is not accurate, that it is inaccurate and wasteful, but even while understanding this, they still continue to do it.
234Duniyā vālē tō apnē bhāgya kā vardān lēnē kē liē yahā̃-vahā̃ bhaṭaktē rahtē haĩ aur āp sabhī kō ghar baiṭhē bhāgya kā khazānā mil gayā . 235Mēhnat karnē sē chhūṭ gayē nā . 236Tō mēhnat bhī nahī̃ aur prāpti bhī jyādā . 237Iskō hī bhāgya kahā jātā hai-jō binā mēhnat K|kē prāpt hō jāyē .
76What would you call this?
238Ēk janm mē̃ 21 janm key|kī prāpti karanā-yah kitnā śhrēṣhṭh huā ! 239Aur prāpti bhī avināśhī aur akhaṇḍ hai , kōī khaṇḍit nahī̃ kar saktā . 240Māyā bhī surrender hō jātī hai , isliē akhaṇḍ rahtā hai . 241Kōī laṛāī karkē vijay prāpt karnā chāhē tō kar sakēgā ?
77Which power is lacking?
242Kiskī tākat nahī̃ hai .
78There is no controlling power.
243Aisā aṭal-akhaṇḍ bhāgya pā liyā ! 244Sthiti bhī abhī aisī aṭal banāō . 245Kaisī bhī paristhiti āyē lēkin apnī sthiti kō nīchē-ūpar nahī̃ karō . 246Avināśhī bāp hai , avināśhī prāptiyā̃ haĩ .
79It is just as when people drive a car these days, they are aware that there is the possibility of an accident happening, and so they try to apply a brake.
247Tō sthiti bhī kyā rahnī chāhiē ? 248Avināśhī chāhiē nā . 249Sabhī nirvighna hō ? 250Ki thōṛā-thōṛā vighna ātā hai ?
80However, if the brake does not function, there would definitely be an accident, would there not?
251Vighna-vināśhak gāyē huē hō nā . 252Kaisā bhī vighna āyē , yād rakhō-maĩ vighna-vināśhak ātmā hū̃ . 253Apnā yah title sadā yād hai ?
81They have a brake, but if it is not powerful, or if instead of applying it here they apply it elsewhere, then what would happen?
254Jab master sarvśhaktivān haĩ , tō master sarvśhaktivān kē āgē kitnā bhī baṛā kuchh bhī nahī̃ hai . 255Jab kuchh hai hī nahī̃ tō uskā prabhāv kyā paṛēgā ? 256Group nã . 2 257Sadā khuśh rahnē K|kē liyē anēk mērē kō ēk mērē mē̃ parivartan karō
82They would be out of control for that length of time, would they not?
258Sabhī sadā khuśh rahtē hō ? 259Sadā khuśh rahnē kā sahaj purūṣhārth kaun sā hai ?
83Even while wanting to do so, they are not able to do it.
260 ( yād ) yād mē̃ bhī kyā yād rakhnā sahaj hai ? 261Mērāpan sahaj kar dētā hai . 262Mērāpan hōtā hai tō mērā sahaj yād ātā hai . 263Tō mērē K|kē adhikār sē yād karanā-yē hai sahaj vidhi .
84They are not able to apply a brake, or, because the brake is not powerful, they are not able to apply it correctly.
264Agar khuśhī kam hōtī hai tō uskā kāraṇ hī hai ki mērē K|kē adhikār sē bāp kō yād nahī̃ kiyā . 265Kyōṅki yād mē̃ jō vighna ḍāltā hai vō hai hī mērā-pan . 266Mērā śharīr , mērā sambandh-yahī mērāpan vighna ḍāltā hai . 267Isliē is anēk mērē-mērē kō ēk mērā bābā mē̃ badal dō .
85So check this.
268Yahī sahaj vidhi hai . 269Kyōṅki jīvan mē̃ sabsē baṛē tē baḍī prāpti hai hī khuśhī .
86When you are going up a steep hill, what is written on the signs?
270Agar khuśhī nahī̃ tō brāhmaṇ jīvan nahī̃ . 271Brāhmaṇ jīvan kā śhvāṅs hai khuśhī . 272Isliē sadā khuśh rahō .
87There is a sign saying "Check your brakes", because the brakes are the means of safety.
273Bāp milā arthāt sabkuchh milā . 274Khuśhī gāyab tab hōtī hai jab kōī aprāpti hōtī hai . 275Tō brāhmaṇ arthāt sabkuchh milā .
88Controlling power or applying a brake does not mean that you apply it here and it works after some distance.
276Prāpti key|kī niśhānī hai khuśhī . 277Khuśh rahnē vālē bhī hō aur khuśhī bāṇṭnē vālē bhī . 278Bāṇṭēgā kaun ? 279Jiskē pās|pass stock hōgā .
89Some try to control something wasteful; they think that something is wrong, that wrong should be changed into right instantly.
280Apnē liē tō stock hai lēkin dūsrē kē liē itnā hī stock jamā hō . 281Tō sadaiv apnā stock check karō ki itnā bharpūr hai ? 282Aisē tō nahī̃ ki andar hī andar sē stock māyā khatm kar lē aur āp samajhtē rahē̃ ki abhī stock hai ! 283Jab kōī paristhiti ātī hai tō kahtē haĩ ki patā nahī̃ mērī khuśhī kahā̃ chalī gaī ?
90This is called controlling power.
284Kyō̃ chalī gaī ? 285Andar hī andar stock khatm hō gayā . 286Tō sadaiv hī apnā stock check karō ki bharpūr hai ?
91It shouldn't be that you waste half an hour thinking and that there is then control.
287Kyōṅki māyā kō bhī brāhmaṇ ātmāē priya lagtī haĩ . 288Vō bhī apnā banānē kā purūṣhārth nahī̃ chhōṛtī . 289Isliē her|har samay khabardār , hōśhiyār ! 290Group nã . 3
92If you made a lot of effort for half an hour and transformation took place afterwards, that is not controlling power or ruling power.
291Brahmā bāp K|kē saṅskārō̃ kō apnā saṅskār banānā hī follow father karnā hai 292Sadā apnē kō viśhva-parivartak anubhav kartē hō ?
93It means to be a little subservient with few rights: it is mixed.
293Viśhva-parivartan karnē key|kī vidhi kyā hai ? 294Sva-parivartan sē viśhva-parivartan .
94Would you call that being a world sovereign or being an effortmaker?
295Bahut-kāl K|kē sva-parivartan K|kē ādhār sē hī bahutkāl kā rājy-adhikār milēgā . 296Sva-parivartan bahutkāl kā chāhiē . 297Agar ant mē̃ sva-parivartan hōgā tō viśhva-parivartan kē nimitt bhī ant mē̃ banē̃gē , phir rājya bhī ant mē̃ milēgā . 298Tō ant mē̃ rājya lēnā hai ki śhurū sē lēnā hai ?
95So, now, do not be an effortmaker Be a master of the self.
299Achchhā , lēnā śhurū sē hai aur karnā ant mē̃ hai ?
96This is the elevated pleasure of being a selfsovereign.
300Agar lēnā bahutkāl kā hai tō sva-parivartan bhī bahutkāl kā chāhiē . 301Kyōṅki saṅskār bantā hai nā .
97To be a selfsovereign means to stay constantly in pleasure.
302Tō bahutkāl kā saṅskār na chāhtē huē bhī apnī taraph khīñchtā hai . 303Jaisē abhī bhī kahtē hō ki mērā yah purānā saṅskār hai nā , isīliē na chāhtē bhī hō jātā hai . 304Tō vah khīñchtā hai nā . 305Tō yah bhī bahut samay kā pakkā purū-ṣhārth nahī̃ hōgā , kachchā hōgā , tō kachchā purūṣhārth bhī apnī taraph khīñcōgā aur result kyā hōgī ?
98Those who stay in pleasure are never confused about anything.
306Full pass nahī̃ hō sakē̃gē nā . 307Is-liē abhī sē sva-parivartan K|kē saṅskār banāō .
99If you are confused, you are not enjoying yourself.
308Natural saṅskār ban jāyē . 309Jō natural saṅskār hōtē haĩ unkē liē mēhnat nahī̃ karnī paṛtī .
100At the confluence age, there is nothing but pleasure.
310Sva-parivartan kā viśhēṣh saṅskār kyā hai ? 311Jō brahmā bāp K|kē saṅskār vō bachchō̃ K|kē saṅskār . 312Tō brahmā bāp nē apnā saṅskār kyā banāyā , jō sākār śharīr K|kē ant mē̃ bhī yād dilāyā ? 313Nirākārī , nirvikārī , niraahaṅkārī-yē haĩ brahmā bāp K|kē arthāt brāhmaṇō̃ K|kē saṅskār .
101Or, is there pleasure only sometimes?
314Tō yē saṅskār natural hō̃ . 315Nirākār tō hō hī nā , yē tō nijī svarūp hai nā .
102Are the Shaktis and Pandavas experiencing pleasure?
316Aur kitnē bār nirvikārī banē hō ! 317Anēk bār banē hō nā . 318Brāhmaṇ jīvan key|kī viśhēṣhtā hī hai nirahaṅkārī . 319Tō yē brahmā K|kē saṅskār apnē mē̃ dēkhō ki sachmuch yē saṅskār banē haĩ ?
103So, do you understand what the systems of selfsovereignty are and what the systems of world sovereignty are?
320Aisē nahī̃-yē brahmā K|kē saṅskār haĩ , yē mērē saṅskār haĩ . 321Follow father hai nā . 322Pūrā follow karnā hai nā . 323Tō sadā yē śhrēṣhṭh saṅskār sāmnē rakhō .
104Whether subjects or the royal family, the subjects are not subjects; subjects are also of the one family.
324Sārē din mē̃ jō bhī karma kartē hō , tō her|har karma K|kē samay check karō ki tīnō̃ hī saṅskār emerge rūp mē̃ haĩ ?
105So, the governing system of the golden and silver ages is the system of a family.
325Tō bahut samay K|kē saṅskār sahaj ban jāyēṅgē . 326Yahī lakṣhya hai nā ! 327Pūrā bannā hai tō jaldī-jaldī banō nā .
106Even though the king is called the king, he has the form of being a supremely loving father.
328Samay ānē par nahī̃ bannā hai , samay K|kē pahlē apnē kō sampann banānā hai . 329Samay rachnā hai aur āp master rachayitā haĩ .
107The governing system of the kingdom works as a family.
330Rachtā śhaktiśhālī hōtā hai yā rachnā ? 331Tō abhī pūrā hī sva-parivartan karō . 332Brāhmaṇō̃ key|kī dictionary mē̃ kab-kab nahī̃ hai . 333Ab .
108Even though all the different activities of the kingdom are in the hands of different people, everything is carried out with love of a family.
334Tō aisē pakkē brāhmaṇ hō nā . 335Group nã . 4 336Saphaltā kā ādhār hai - divyatā 337Bāpdādā dvārā her|har bachchē kō divya buddhi kā vardān milā hai .
109It isn't that a king has a lot of wealth and prosperity and that the subjects do not even have enough food or drink.
338Yah divya buddhi kā vardān sabhī nē apnē jīvan mē̃ kārya mē̃ lagāyā hai ? 339Kyōṅki vardān kā lābh tab hōtā hai jab vardān kō kārya mē̃ lagāyē̃ . 340Tō divya buddhi kā vardān milā sabkō hai lēkin use kitnā kartē hō ? 341Kōī bhī chīj use karnē sē , kārya mē̃ lagānē sē baṛhtī bhī hai aur uskō sukh key|kī , khuśhī key|kī anubhūti bhī hōtī hai .
110No.
342Tō divya buddhi kō kārya mē̃ kahā̃ tak lagātē haĩ , uskī niśhānī kyā hōgī ? 343Saphaltā hōgī . 344Her|har kārya divy-alaukik anubhav hōgā , sādhāraṇ nahī̃ . 345Kyōṅki kārya mē̃ divyatā hī saphaltā kā ādhār hai .
111The governing system of the copper and iron ages is that everything is according to law and order, but at the time of world sovereignty, at the time of deity sovereignty, these are the systems that continue.
346Tō divya buddhi key|kī niśhānī hai-har karma mē̃ divyatā . 347Tō aisē anubhav kartē hō ?
112There isn't law because the whole system functions with love and relationship.
348Yā kabhī sādhāraṇ karma bhī hō jātē haĩ ? 349Divya buddhi prāpt karnē vālī ātmāyē̃ sadā adivya kō bhī divya banā dētī haĩ . 350Jaisē gāyā jātā hai ki pāras agar lōhē kō lagtā hai tō vah bhī pāras ban jātā hai . 351Tō divya buddhi arthāt pāras buddhi .
113None of the souls knows the word ‘sorrow’.
352Aisē banē hō ? 353Kyōṅki buddhi her|har bāt kō grahaṇ kartī hai . 354Divya buddhi divyatā kō hī grahaṇ karēgī . 355Aisē parivartan kar saktē hō .
114Whether one is a king or a subject, there is no mention or trace of sorrow or peacelessness.
356Adivya kō divya banā saktē hō . 357Yā adivyatā kā prabhāv paṛ jāyēgā ?
115They are totally ignorant of what sorrow is.
358Kōī adivya bāt hō jāyē , adivya kārya hō jāyē-usakā prabhāv āpkē ūpar paṛēgā ? 359Divya buddhi K|kē vardān sē parivartan-śakti adivya kō bhī divya K|kē rūp mē̃ badal dēgī . 360Adivya vātāvaraṇ yā adivya chalan , bōl divya buddhi kē ūpar asar nahī̃ karē̃gē . 361Aisī sthiti vālē kō hī divya buddhi vardānī mūrt kahā jāyēgā .
116They do not have any knowledge of it.
362Jaisē-vāṭar-prūph hōtā hai , āg-prūph hōtā hai . 363Science K|kē sādhan vāṭar-prūph banā dētē haĩ , āg-prūph banā saktē haĩ .
117Similarly, at the present time, at the time of Selfsovereignty, what system does BapDada use with you?
364Tō silence key|kī śhakti parivartan nahī̃ kar saktī hai , proof nahī̃ banā saktē haĩ ? 365Knowledge rakhnā aur chīj hai-yah divya hai , yah adivya hai .
118Love and shrimat: if you continue to follow shrimat, there is no need to give any strict orders.
366Lēkin prabhāv mē̃ ānā aur chīj hai . 367Divyatā key|kī śhakti śhrēṣhṭh hai yā adivyatā key|kī śhakti śhrēṣhṭh hai ?
119When you forget the principles, you are making yourself move along with the ironaged principles.
368Tō divyatā kā prabhāv adivyatā par paṛnā chāhiē nā . 369Tō abhī divya buddhi K|kē vardān kō kārya mē̃ lagāō . 370Lagānā tō ātā hai yā kabhī bhūl jātē hō ? 371Ādhā kalp bhūlnē vālē banē lēkin abhī abhūl bannā hai .
120So the principles of world sovereignty are very lovely because there isn't variety; there is one kingdom and unlimited treasure.
372Divya buddhi aisā śhrēṣhṭh yantra hai jō is yantra dvārā vyakti tō kyā , prakr̥iti kō bhī divya banā saktē hō . 373Vyakti kō divya banānē sē prakr̥iti kē ūpar svataḥ hī prabhāv paṛtā jāyēgā . 374Pahlē apnē mē̃ dēkhō ki sadā divya buddhi emerge rūp mē̃ hai ? 375Itnī tākat hai jō prakr̥iti kō bhī parivartan kar dō .
121Even the subjects will be so prosperous that they have even more than the multimillionaires of today.
376Yah paramātm-varadān hai . 377Kōī mahātmā yā dharmātmā kā vardān nahī̃ hai .
122There will be no mention or trace of any lack of attainment.
378Tō jaisē bāp sarvśhaktivān hai , tō vardān bhī sarvśhaktivān hai nā . 379Tō jab bhī kōī kārya kartē hō , pahlē check karō ki divya buddhi K|kē vardān dvārā kārya kar rahē haĩ yā sādhāraṇ buddhi sē kārya kar rahē haĩ ? 380Āpkī divyatā kā prabhāv viśhva kō divya banā dētā hai . 381Yahī āpkā occupation hai nā .
123However, what is the basis of this?
382Engineer hū̃ , doctor hū̃ , klarka hū̃ , phalānā hū̃ … - yah occupation tō śharīr nirvāh K|kē arth|earth hai . 383Lēkin vāstavik occupation hai-viśva kō parivartan karnā . 384Aisē samajh kar kārya kartē hō ? 385Agar vardān kō kārya mē̃ lagātē hō tō vardān key|kī prāpti sadā sahaj anubhav karāyēgī .
124Selfsovereignty.
386Vardān mē̃ mēhnat nahī̃ karnī paṛtī . 387Tō yah divya buddhi vardān hai . 38863 janm mēhnat bahut kar lī . 389Abhī mēhnat nahī̃ , sahaj .
125You become full at this time, and this is why the fullness of prosperity received from God is attained for the many births of the golden and silver ages.
390Brāhmaṇ jīvan mē̃ bhī agar mēhnat karnī paṛtī , yuddha karnī paṛatī-tō mauj kab manāyēṅgē ? 391Satyug mē̃ tō patā hī nahī̃ hōgā ki mauj bhī manā rahē haĩ .
126This is why you were told that the number one kingdom is that of selfsovereignty.
392Vahā̃ kaṇṭrāsṭa nahī̃ hōgā . 393Abhī tō kaṇṭrāsṭa hai-mēhanat kyā hai , mauj kyā hai ? 394Tō mauj abhī hai , satyug mē̃ common bāt hōgī . 395Achchhā !
127Then, next is world sovereignty, and the third is the kingdom of the different states of the copper and iron ages.
396Group nã . 5 397Parivartan śhakti dvārā vyarth kō samarth banānā hī hōlī|holy hans bannā hai
128You know this kingdom very well; there is no need to speak about it.
398Sadā apnē kō hōlī|holy hans samajhtē hō ? 399Hōlī|holy hans kā kartavya kyā hai ? 400Vyarth aur samarth kō parakhnā .
129So which intoxication do you constantly have to maintain?
401Vō tō kaṅkaṛ aur ratna kō alag kartā lēkin āp hōlī|holy hans samarth kō dhāraṇ kartē hō , vyarth kō samāpt kartē hō . 402Tō samarth aur vyarth , iskō parakhnā aur parivartan karanā-yah hai hōlī|holy hans kā kartavya . 403Sārē din mē̃ vyarth saṅkalp , vyarth bōl , vyarth karma aur vyarth sambandh-sampark jō bhī hōtā hai , us vyarth kō samāpt karanā-yah hai hōlī|holy hans . 404Kōī kitnā bhī vyarth bōlē lēkin āp vyarth kō samarth mē̃ parivartan kar dō .
130“Selfsovereignty is our birthright.”
405Vyarth kō apnī buddhi mē̃ svīkār nahī̃ karō . 406Agar ēk bhī vyarth saṅkalp , vyarth bōl , vyarth karma svīkār kiyā tō ēk vyarth anēk vyarth kō janm dēgā . 407Ēk vyarth bōl bhī sparśha hō gayā tō vah anēk vyarth kā anubhav karāyēgā , jiskō āp lōg kahtē hō-phīliṅg ā gaī . 408Ēk vyarth saṅkalp key|kī feeling I|āī|eye tō vah feeling kō baṛhāyēgī .
131Which birth?
409Isīliē vyarth key|kī paidāis bahut fast hōtī hai-cāhē karma hō , chāhē kyā bhī hō . 410Ēk vyarth bōl bōlē̃gē tō usē siddha karnē kē liē kitnē vyarth bōl bōlnē paṛē̃gē ! 411Jaisē lōg kahtē haĩ nā-ēk jhūṭh kō siddha karnē kē liē kitnē jhūṭh bōlnē paṛtē haĩ ! 412Tō vyarth kā khātā samāpt hō jāyē aur sadā samarth kā khātā jamā hōtā rahē .
132The Brahmin birth.
413Vō vyarth āpkō dē lēkin āp parivartan kar samarth dhāraṇ karō . 414Itnī tīvr parivartan-śakti chāhiē .
133Father Brahma gave every Brahmin soul the tilak of selfsovereignty the moment they took birth.
415Jaisē-āj key|kī science vyarth kō kārya mē̃ lagā kar achchhā banā dētī hai , kaī west|waste chījō̃ kō best mē̃ parivartan kar lētē haĩ . 416Āpkī rachnā itnā fast parivartan kar saktī hai . 417Jaisē-dēkhō , khād hōtī hai nā , tō khād burī chīj hai lēkin paidā kyā kartī hai ? 418Khād gandī hai lēkin jab fool|phūl paidā hōtā hai tō khuśhbū vālā hōtā hai .
134You have applied the tilak, have you not?
419Yā badbū vālā hōtā hai ? 420Tō khād mē̃ parivartan karnē key|kī śhakti hai nā .
135The tilak is that of awareness, You have the tilak, the throne and the crown.
421Svayã kaisī bhī hai lēkin paidā kyā kartī hai ? 422Phal , fool|phūl , sabjiyā̃ … .
136You are wearing your crown, are you not?
423Tō āpkī rachnā mē̃ kitnī śhakti hai ! 424Tō āp mē̃ ussē jyādā śhakti hai nā . 425Vō gālī dē aur āp uskō fool|phūl banākar dhāraṇ karō . 426Vō gussā karē aur āp uskō śhānti kā śhītal jal dō .
137Which crown is it?
427Yah parivartan-śakti chāhiē .
138That of world benefit.
428Hōlī|holy hans kā yahī kartavya hai . 429Aisī jīvan banī hai ?
139You are world benefactors, are you not?
430Yā kahēṅgē-kyā karē̃ , bōlā hī kharāb nā , kiyā hī bahut kharāb bāt , hai hī bahut kharāb ?
140You have a doublecrown: the crown of purity and the crown of world benefit.
431Lēkin kharāb kō hī tō achchhā banānā hai . 432Achchhē kō tō achchhā nahī̃ banānā hai . 433Achchhē āyē thē yā kharāb āyē thē ?
141The crown of purity is the crown of light and the crown of world benefit is the crown of service.
434Tō bāp nē achchhā banāyā nā .
142You are world servers, are you not?
435Yā kahā ki yē bahut kharāb haĩ , inkō achchhā kaisē banāū̃ ? 436Sōchā ?
143Do not think that you are the servers of the states.
437Banā diyā nā . 438Tō bāp nē āp sabhī kō burē sē achchhā banāyā aur āp burī bāt kō achchhā nahī̃ banā saktē ?
144"I am of Gujarat, I am of Rajasthan, I am a server of Delhi.”
439Burē kā prabhāv āpkē ūpar paṛ jātā hai .
145No, you are world servers.
440Vāyumaṇḍal hī kharāb thā nā . 441Yah hōlī|holy hans kā lakṣhaṇ nahī̃ hai .
146Wherever you may be staying, your attitude and vision should be unlimited.
442Kaisā bhī vātāvaraṇ hō , kaisī bhī vr̥itti hō , kaisī bhī vāṇī hō , kaisī bhī dr̥iṣhṭi hō-lēkin hōlī|holy hans sabkō hōlī|holy banā dētē haĩ . 443Sadā yah power rahē aur sadā aisē tīvragati K|kē parivartan karnē key|kī vidhi ā jāyē tō kyā ban jāyēṅgē ?
147If you do not become world servers, you will neither have selfsovereignty nor world sovereignty; then you will have to become the kings of the states in the copper and iron ages.
444Phariśhtā . 445Phariśhtā kiskē prabhāv mē̃ nahī̃ ātā . 446Apnā kārya kiyā aur vō chalā . 447Phariśhtā kabhī kisī vighna K|kē vaśh nahī̃ hōtā-n vighna K|kē , na vyakti K|kē .
148In order to be one who has a right to world sovereignty, you must constantly remain stable with your crown, tilak and throne.
448Tō hōlī|holy hans arthāt phariśhtā . 449Sēvā key|kī aur nyārā . 450Tō aisī sthiti sadā hai ? 451Aisē hōlī|holy hans banē hō yā ban rahē hō ?
149You do not have to sit on a throne physically, but remain stable in this stage with your consciousness.
452Kab tak banē̃gē ? 453Kōī time key|kī had bhī hai yā nahī̃ ? 454Aglē sāl bhī yahī kahē̃gē ki-hā̃ , ban rahē haĩ ? 455Knowledgeful ban gayē hō nā .
150To remain stabilised in this stage means to be seated on the throne, and constantly able to remain seated there.
456Tō jab knowledge hai ki mujh hōlī|holy hans kā kartavya kyā hai , tō knowledge key|kī śhakti sē parivartan nahī̃ kar saktē hō ? 457Dūsrē sāl bhī yah nahī̃ kahnā ki ban rahē haĩ . 458Tīvr puruṣhārthī kā lakṣhya hī hōtā hai - ab aur ḍhīlē puruṣhārthī kā lakṣhya hōtā hai - kab . 459Tō tīvr puruṣhārthī hō nā .
151For how many hours would you sit physically?
460Bāpdādā tō sadaiv her|har ātmā mē̃ śhrēṣhṭh bhāvnā rakhtē haĩ ki karnē vālē hī haĩ . 461Isliē is śhrēṣhṭh bhāvnā kō practical mē̃ lānā hōgā-ab karnā hī hai , hōnā hī hai . 462Agar saṅkalp mē̃ lakṣhya hai ki hōnā hī hai , karnā hī hai-tō yah saṅkalp saphaltā avaśhya prāpt karātā hai . 463Kyōṅki dr̥iṛhtā saphaltā key|kī chābī hai .
152You would become tired, would you not?
464Tō sadā saphaltā sāth rakhnā . 465Group nã . 6 466Sādhāraṇtā mē̃ mahāntā kā anubhav karānā hī sēvā kā sahaj sādhan hai
153But to stabilise yourself in this stage with your intellect means to be seated on the throne.
467Sabsē sāhūkār sē sāhūkār kaun hai ?
154This is easy, is it not?
468Jō samajhtē haĩ ki sārē chakra K|kē andar sāhūkār sē sāhūkār ham ātmā haĩ , vō hāth uṭhāō . 469Kismē̃ sāhūkār hō ?
155Constantly remain stable in the intoxication of selfsovereignty.
470Kitnē prakār K|kē dhan milē haĩ ? 471Vō list yād rahtī hai ?
156Do you understand what you have to do?
472Bahut khazānē milē haĩ ! 473Ēk din mē̃ kitnī kamāī kartē hō , mālūm hai ?
157Do not be an effortmaker, but one who has a right to the kingdom.
474Padmō̃ key|kī kamāī kartē hō . 475Rahtē gānv mē̃ hō aur padmō̃ key|kī kamāī kar rahē hō ! 476Dēkhō , yahī paramātmā pitā key|kī kamāl hai jō dēkhnē mē̃ sādhāraṇ lēkin haĩ sabsē sāhūkār mē̃ sāhūkār ! 477Tō akhbār mē̃ nikālēṅgē-yahā̃ sabsē sāhūkār mē̃ sāhūkār baiṭhē haĩ .
158All of you celebrated a meeting, did you not?
478Tō phir sab āpkē pīchhē āyēṅgē . 479Ājkal ātaṅkavādī sāhūkārō̃ kē pīchhē paṛtē haĩ nā .
159All of you came running in order to celebrate the Godly meeting.
480Phir āpkē pīchhē paṛ jāyēṅgē tō kyā karē̃gē ? 481Unhō̃ kō bhī sāhūkār banā dēgē nā .
160So all of you have come to the gathering to celebrate a meeting, have you not?
482Haĩ dēkhō kitnē sādhāraṇ rūp mē̃ , kōī āpkō dēkhkar samajhē̃gē ki yē sārē viśhva mē̃ sāhūkār haĩ yā padmō̃ key|kī kamāī karnē vālē haĩ ? 483Lēkin sādhāraṇtā mē̃ mahāntā samāī huī hai . 484Jitnē hī sādhāraṇ hō utnē hī andar mahān hō ! 485Tō yah naśhā rahtā hai-bāp nē kyā sē kyā banā diyā aur kyā-kyā dē diyā !
161Do you like it, or do you find it crowded?
486Dōnō̃ hī bātē̃ yād rahtī haĩ nā . 487Tō akhbār mē̃ nikālē̃gē nā-ricēsṭa in dī|the world ( R i c h e s t I n T h e W o r l d ; viśhva mē̃ sabsē adhik dhanvān ) . 488Aur dēkhō , khazānā bhī aisā hai jiskō na chōr lūṭ saktā hai , na āg jalā saktī hai , na pānī ḍūbō saktā hai . 489Aisā khazānā bāp nē dē diyā .
162Are you comfortable?
490Avināśhī khazānā hai nā . 491Avināśhī khazānā kōī vināśh kar nahī̃ saktā . 492Aur kitnā sahaj mil gayā ! 493Jitnā khazānā hai uskē antar mē̃ mēhnat kī hai kuchh ?
163Are all of you staying comfortably and are you eating and moving around comfortably?
494Tyāg kiyā yā bhāgya milā ?
164Even so, you are still very lucky.
495Tyāg bhī kiyā tō burāī kā kiyā nā . 496Burāī chhōṛnā bhī kōī chhōṛnā huā kyā ?
165At least you are not staying in the dust like in other melas!
497Duniyā kahtī hai-tyāg kiyā aur āp kahtē hō-bhāgya milā hai . 498Sāhūkār kō sāhūkār banānā baṛī bāt nahī̃ huī nā . 499Garīb kō sāhūkār banānā-yah hai kamāl . 500Jō ājkal K|kē vināśhī dhan K|kē sāhūkār haĩ unkō bāp sāhūkār nahī̃ banātā .
166At least you have a bed and bedding!
501Unkā bhāgya hī nahī̃ hai . 502Bhāgya hai hī garībō̃ kā . 503Kabhī āpkā nām āyā hai who is who ( W h o I s W h o ; nāmīgrāmī vyaktiyō̃ key|kī list ) mē̃ ? 504Aurō̃ kā ātā hai nā .
167There, in other melas, when you bathe there is dust, where you stay there is dust, and when you eat, the dust comes with it.
505Aur bāp key|kī dictionary mē̃ , who is who mē̃ āpkā nām hai .
168Here, the children come to their home.
506Bhagvān kā book hī nyārā hai . 507Tō itnī khuśhī hai ?
169You come with that intoxication.
508Dhartī aur ākāśh kō māp lō|low , ussē bhī jyādā khuśhī hai nā . 509Bēant hai nā . 510Ākāśh aur dhartī tō had hō jāyēgī nā .
170So the Father is happy and the children are also happy.
511Āpkī ussē bhī bēhad hai . 512Bēhad K|kē mālik ban gayē hō nā . 513Jab bāp bhī bēhad kā bāp hai , tō prāpti bhī bēhad key|kī karā-yēgā nā . 514Tō kyā yād rahtā hai ?
171Those who are sitting at the back of the hall are ahead of everyone because BapDada’s vision first falls on the back.
515Bēhad kā bāp milā , bēhad kā rājya-bhāgya milā , bēhad kā khazānā milā . 516Hai naśhā ? 517Her|har karma mē̃ yah rūhānī naśhā anubhav hōnā cāhiē-svayã kō bhī aur aurō̃ kō bhī . 518Chāhē vē|way samajhē̃ , nahī̃ samajhē̃ , itnā tō kahē̃gē nā ki yē khuśhī-mauj mē̃ rahtē haĩ .
172Achcha.
519Yah tō anubhav karā saktē hō nā . 520Jaisē-madhuban mē̃ ātē tō anjān bhī haĩ , lēkin kyā anubhav kartē haĩ ? 521Yahā̃ kā vātāvaraṇ aur yahā̃ key|kī ātmāē khuśh rahnē vālī haĩ , vāyumaṇḍal mē̃ khuśhī hai-yah tō anubhav kartē haĩ nā . 522Tō aisē āp sabkē sambandh-sampark mē̃ anubhav karē̃ ki yē alaukik ātmāē haĩ , bharpūr ātmāē haĩ .
173To all the selfsovereign, carefree, emperor children, to all the worldsovereign souls who remain completely full for many births, to the children who constantly have a right to the tilak, the crown and of being seated on the throne, to the special children who constantly have zeal and enthusiasm for unlimited service, to the children of this land and foreign lands who experience themselves being in front of Baba, BapDada's multimillionfold love and remembrance.
523Aisā anubhav kartē haĩ . 524Chāhē dēh-abhimān K|kē kāraṇ kahē̃ nahī̃ , lēkin andar tō jāntē haĩ nā .
174And, together with this, Baba is also giving the response of the love letters from everyone.
525Kyōṅki agar bāhar sē āpkō kahē̃ , tō khud kō bhī bannā paṛē nā . 526Isīliē kahē̃gē nahī̃ lēkin andar mē̃ mahsūs jarūr hōgā . 527Tō aisē śhrēṣhṭh hō nā .
175Those from the foreign lands and this land are attaining success in their efforts for the self according to their own method, and are constantly engaged with enthusiasm in moving forward in service.
528Isliē gāyan hai ki agar atīndriya sukh pūchhnā hō tō … . 529Āpsē pūchhē̃ ? 530Dēkhō , bhagvān key|kī pasandgī kyā hai ? 531Jiskō kōī pasand nahī̃ kartē uskō bāp pasand kartē haĩ !
176This is why, no matter which corner someone may be staying in, their remembrance, service news, the love letters and the news of the zeal and enthusiasm of the stage of each one of them is received by Baba.
532Bāp key|kī nazar kiskē ūpar gaī ? 533Āp lōgō̃ kē ūpar . 534Itnē nāmīgrāmī lōgō̃ par nazar nahī̃ gaī . 535Kahtē haĩ nā-tumhārī gat-mat tum hī jānō , aur kōī nahī̃ jāntā .
177BapDada is giving all the children lots and lots and lots of love and remembrance to each one personally by name and by their speciality.
536Tō naśhā hai ki paramātmā nē hamkō pasand kiyā hai .
178And all of you are constantly being sustained with this love and remembrance.
537Double vidēśhī double naśhē mē̃ rahtē haĩ . 538Bhāratvāsiyō̃ kō tō bhārat mē̃ hī ākar chunā .
179You are flying with it, and you have to reach your destination while flying with it.
539Lēkin double vidēśhiyō̃ kō kahā̃ sē chunā ? 540Itnā dūr sē bāp nē hamkō chunā .
180Or, should it be said that you have already reached your destination?
541Tō double naśhā hai nā .
181So love, remembrance and namaste.
542Jaisē ātmā aur śharīr sāth-sāth haĩ aur sadā sāth haĩ , aisē yah naśhā ātmā K|kē sadā sāth hai . 543Tō aisē naśhē mē̃ rahnē vālī śhrēṣhṭh tē śhrēṣhṭh ātmāē ! 544Sadā khuśhī mē̃ nāchnē vālē . 545Kōī prāpti hōtī hai tō khuśhī mē̃ nāchtē haĩ .
182Achcha.
546Āpkō tō her|har kadam mē̃ prāpti hī prāpti hai .
183Note: Baba has used the words ‘Rajniti’ and ‘niti’.
547Itnī prāpti hai jō dil kahtā hai ki aprāpta nahī̃ kōī vastu paramātm-khazānē mē̃ . 548Is samay kā yahī gīt hai-brāhmaṇō̃ K|kē khazānō̃ mē̃ sarv prāptiyā̃ haĩ . 549Achchhā !
184These words have been translated as the ‘governing system’, ‘system’, ‘ethics’ and ‘principles’ to fit in with the context in different places. 185* * * O MS H A N T I * * *