शनिवार 9 जनवरी 1993 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0>
109-01-93 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban 2Avyakt varṣh manānā arthāt sapūt ban sabūt dēnā 3Brahmā bāp samān avyakt phariśhtā bannē K|kē umaṅg-utsāh mē̃ rahnē vālē bachchō̃ prati avyakt bāpdādā bōlē - 4Āj avyakt bāp apnē avyaktmūrt bachchō̃ sē milan manā rahē haĩ .
0> > 09-01-93 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
5Avyakt arthāt vyakt bhāv sē nyārē aur avyakt bāp samān pyārē . 6Sabhī bachchē viśhēṣh is varṣh aisē bāp samān bannē kā lakṣhya rakhtē huē yathā śhakti bahut achchhā purūṣhārth kar rahē haĩ . 7Lakṣhya kē sāth lakṣhaṇ bhī dhāraṇ kartē chal rahē haĩ . 8Bāpdādā sabhī bachchō̃ kā purūṣhārth dēkh harṣhit hōtē haĩ .
1To celebrate the Avyakt Year means to become worthy and to give the proof of that.
9Har ēk samajhtē haĩ ki yahī samān bannā snēh kā sabūt hai . 10Isliē aisē sabūt dēnē vālē bachchō̃ kō hī sapūt bachchē kahā jātā hai . 11Tō sapūt bachchō̃ kō dēkh bāpdādā khuśh bhī hōtē haĩ aur viśhēṣh extra madad bhī dētē haĩ . 12Jitnā himmatvān bantē haĩ utnā padmaguṇā bāp key|kī madad K|kē svataḥ hī pātr ban jātē haĩ .
2Today, avyakt BapDada is celebrating a meeting with His children who are the avyakt image.
13Aisē pātr bachchō̃ key|kī niśhānī kyā hōtī hai ? 14Jaisē bāp kē liē gāyan hai ki bāp K|kē bhaṇḍārē sadā bharpūr haĩ , aisē sapūt bachchō̃ K|kē sadā sarv K|kē dil K|kē snēh key|kī duāō̃ sē , sarv K|kē sahyōg key|kī anubhūtiyō̃ sē , sarv khazānō̃ sē bhaṇḍārē bharpūr rahtē haĩ . 15Kisī bhī khazānē sē apnē kō khālī nahī̃ anubhav karē̃gē . 16Sadā unhō̃ K|kē dil sē yah gīt svataḥ bajtā hai-aprāpta nahī̃ kōī vastu bāp K|kē ham bachchō̃ K|kē bhaṇḍārē mē̃ .
3To be avyakt means to be beyond corporeal feelings and to be loving like the avyakt father.
17Unkī dr̥iṣhṭi sē , vr̥itti sē , vibrations sē , mukh sē , samparka sē sadā bharpūr ātmāō̃ kā anubhav hōtā hai . 18Aisē bachchē sadā bāp kē sāth bhī haĩ aur sāthī bhī haĩ . 19Yah double anubhav hō .
4This year, all the children are keeping the aim of becoming like the father and are making very good effort according to their capacity.
20Sva key|kī lagan mē̃ sadā sāth kā anubhav kartē aur sēvā mē̃ sadā sāthī sthiti kā anubhav kartē . 21Yah dōnō̃ anubhav sāthī aur sāth kā svataḥ hī bāp samān sākṣhī arthāt nyārā aur pyārā banā dētā hai . 22Jaisē brahmā bāp kō dēkhā ki bāp aur āp kambāinḍ-rūp mē̃ sadā anubhav kiyā aur karāyā . 23Combined svarūp kō kōī alag kar nahī̃ saktā .
5Together with this aim, you are also moving along while imbibing the qualifications for this aim.
24Aisē sapūt bachchē sadā apnē kō kambāinḍ-rūp anubhav kartē haĩ . 25Kōī tākat nahī̃ jō alag kar sakē . 26Jaisē satyug mē̃ dēvtāō̃ key|kī prakr̥iti dāsī rahtī hai arthāt sadā samay pramāṇ sahyōgī rahtī hai , aisē sapūt bachchō̃ key|kī śhrēṣhṭh sthiti kāraṇ sarv śhaktiyā̃ aur sarv guṇ samay pramāṇ sadā sahyōgī rahtē haĩ arthāt sarv śhaktiyō̃ K|kē , guṇō̃ K|kē rājya-adhikārī rahtē haĩ . 27Sāth-sāth aisē sapūt bachchō̃ kā sēvā kā viśhēṣh svarūp kyā rahtā ?
6BapDada is happy to see the effort of all the children.
28Jaisē sabhī vāṇī dvārā vā mansā-sēvā dvārā sēvā kartē rahtē haĩ , aisē sēvā vē|way bhī kartē haĩ lēkin unhō̃ key|kī viśhēṣh sēvā yahī hai ki sadā anya ātmāō̃ kō prāpt huē bāp K|kē guṇō̃ aur śhaktiyō̃ kā dān nahī̃ lēkin sahyōg vā prāpti kā anubhav karānā . 29Ajñāniyō̃ kō dān dēgē aur brāhmaṇ ātmāō̃ kō sahyōg vā prāpti karāyēṅgē . 30Kyōṅki sabsē baṛē tē baṛā dān guṇ dān vā śhaktiyō̃ kā dān hai . 31Nirbal kō śhaktivān banānā-yahī śhrēṣhṭh dān hai vā sahyōg hai .
7All of you understand that to become the same is to give the proof of love.
32Tō aisā sahyōg dēnā ātā hai ? 33Ki abhī lēnē kē liē sōchtē hō ? 34Abhī tak lēnē vālē hō yā dātā K|kē bachchē dēnē vālē banē hō ?
8This is why the children who give such proof are called worthy children.
35Vā kabhī lētē hō , kabhī dētē hō-aisē ? 36Dēnē lag jāō tō lēnā svataḥ hī sampann hō jāyēgā . 37Kyōṅki bāp nē sabhī kō sabkuchh dē diyā hai .
9So, BapDada becomes pleased seeing the worthy children and also gives extra special help.
38Kuchh apnē pās|pass rakhā nahī̃ hai , sab dē diyā hai . 39Sirph lēnē vālō̃ kō sambhālnā aur kārya mē̃ lagānā nahī̃ ātā hai . 40Tō jitnā dētē jāyēṅgē utnā hī sampannatā kā anubhav kartē jāyēṅgē . 41Aisē sapūt hō nā !
10o the extent that they become courageous, so they automatically become multimillion times worthy of receiving Baba's help.
42 sapūt key|kī line mē̃ hō ki sapūt bannē key|kī line mē̃ hō ? 43Jaisē laukik mē̃ bhī mā̃-bāp bachchō̃ kō apnē hāthō̃ par nachātē rahtē haĩ arthāt sadā khuśh rakhtē , umaṅg-utsāh mē̃ rakhtē . 44Aisē sapūt bachchē sadā sarv kō umaṅg-utsāh mē̃ nachātē rahē̃gē , uṛtī kalā mē̃ uṛātē rahē̃gē . 45Tō yah varṣh avyakt varṣh manā rahē hō .
11What is the sign of such worthy children?
46Avyakt varṣh arthāt bāp K|kē sapūt ban sabūt dēnē vālā bannā . 47Aisā sabūt dēnā arthāt manānā . 48Avyakt kā arth|earth hī hai vyakt bhāv aur vyakt bhāvnā sē parē . 49Jīvan mē̃ uṛtī kalā vā girtī kalā kā ādhār dō bātē̃ hī haĩ - ( 1 ) bhāvnā aur ( 2 ) bhāv .
12Just as it is remembered of the Father that the Father's treasurestore is constantly full, in the same way, the worthy children's treasurestore constantly remains full with the blessings of love from the heart, with the experience of co operation from everyone and with all treasures.
50Agar kisī bhī kārya mē̃ kārya prati yā kārya karnē vālē vyakti kē prati bhāvnā śhrēṣhṭh hai , tō bhāvnā kā phal bhī śhrēṣhṭh svataḥ hī prāpt hōtā hai . 51Ēk-hai sarv prati kalyāṇ key|kī bhāvnā ; dūsrī hai-kōī kaisā bhī hō lēkin sadā snēh aur sahyōg dēnē key|kī bhāvnā ; tīsrī hai-sadā himmat-ullās baṛhānē key|kī bhāvnā ; chauthī hai-kōī kaisā bhī hō lēkin sadā apnēpan key|kī bhāvnā aur pāñchvī hai-in sabkā foundation ātmik-svarūp key|kī bhāvnā . 52Inkō kahā jātā hai sadbhāvnāyē̃ vā positive bhāvnāyē̃ . 53Tō avyakt bannā arthāt yē sarv sadbhāvnāyē̃ rakhnā .
13They will never experience themselves to be lacking any of the treasures.
54Agar in sadabhāvanāō̃ K|kē viparīt haĩ tab hī vyakt bhāv apnī taraph ākarṣhit kartā hai . 55Vyakt bhāv kā arth|earth hī hai in pāñchō̃ bātō̃ K|kē naigēṭiv arthāt viparīt sthiti mē̃ rahnā . 56Iskē viparīt kō tō svayã hī jāntē hō , varṇan karnē key|kī āvaśhyaktā nahī̃ . 57Jab bhāvnā viparīt hōtī hai tō avyakt sthiti mē̃ sthit nahī̃ hō saktē .
14There is the song emerging automatically from their hearts: There is nothing lacking in the treasure of the children of the Father.
58Māyā K|kē ānē K|kē viśhēṣh yahī darvājē haĩ . 59Kisī bhī vighna kō check karō-usakā mūl prīt kē bajāē viparīt bhāvnāyē̃ hī hōtī haĩ . 60Bhāvnā pahlē saṅkalp rūp mē̃ hōtī hai , phir bōl mē̃ ātī hai aur uskē bād phir karma mē̃ ātī hai . 61Jaisī bhāvnā hōgī vaisē vyaktiyō̃ K|kē har ēk chalan vā bōl kō usī bhāv sē dēkhē̃gē , sunē̃gē vā sambandh mē̃ āyēṅgē .
15From their vision, attitude, vibrations, lips and through contact with them, they are experienced to be souls who are constantly full.
62Bhāvnā sē bhāv bhī badaltā hai . 63Agar kisī ātmā kē prati kisī bhī samay īrṣhyā key|kī bhāvnā hai arthāt apnēpan key|kī bhāvnā nahī̃ hai tō us vyakti K|kē her|har chalan , her|har bōl sē mis-anḍarasṭaiṇḍa ( M i s u n d e r s t a n d - galatphahmī ) kā bhāv anubhav hōgā . 64Vah achchhā bhī karēgā lēkin āpkī bhāvnā achchhī na hōnē K|kē kāraṇ her|har chalan aur bōl sē āpkō burā bhāv dikhāī dēgā . 65Tō bhāvnā bhāv kō badalnē vālī hai .
16So, such worthy children are constantly with the Father and are also His companions.
66Tō check karō ki her|har ātmā kē prati śhubh bhāvnā , śhubh bhāv rahtā hai ? 67Bhāv kō samajhnē mē̃ antar paṛnē sē mis-anḍarasṭaiṇḍiṅg māyā kā darvājā ban jātī hai . 68Avyakt sthiti banānē kē liē viśhēṣh apnī bhāvnā aur bhāv kō check karō tō sahaj avyakt sthiti mē̃ viśhēṣh anubhav kartē rahē̃gē . 69Kaī bachchē aśhuddh bhāvnā vā aśhubh bhāv sē alag bhī rahtē haĩ .
17There should be this double experience.
70Lēkin ēk hai-śubh bhāv aur bhāvnā ; dūsrī hai-vyartha bhāv aur bhāvnā , tīsrī hai sādhāraṇ bhāvnā vā bhāv . 71Kyōṅki brāhmaṇ arthāt sēvā-bhāv . 72Tō sādhāraṇ bhāvnā vā sādhāraṇ bhāv nuksān nahī̃ kartā lēkin jō brāhmaṇ jīvan kā kartavya hai śhubh bhāvnā sē sēvā-bhāv , vah nahī̃ kar saktē haĩ . 73Isliē brāhmaṇ jīvan mē̃ jō sēvā kā phal jamā hōnē kā viśhēṣh vardān hai uskā anubhav nahī̃ kar sakē̃gē .
18They have the experience of constant company through their love, and they constantly experience the stage of being a companion in service.
74Tō sādhāraṇ bhāvnā aur bhāv kō bhī śhrēṣhṭh bhāvnā , śhrēṣhṭh bhāv mē̃ parivartan karō . 75Check karē̃gē tō change karē̃gē aur avyakt phariśhtā bāp samān sahaj ban jāyēṅgē . 76Tō samjhā , avyakt varṣh kaisē manānā hai ?
19The experience of both of these, that is, of having His company and of being a companion, automatically makes you a detached observer, that is, detached and loving like the father.
77 śhubh bhāvnā mansā-sēvā kā bahut śhrēṣhṭh sādhan hai aur śhrēṣhṭh bhāv sambandh-sampark mē̃ sarv K|kē pyārē bannē kā sahaj sādhan hai . 78Jō sadā har ēk prati śhrēṣhṭh bhāv dhāraṇ kartā vahī mālā kā samīp maṇkā ban saktā hai . 79Kyōṅki mālā sambandh-sampark mē̃ samīp aur śhrēṣhṭhatā key|kī niśhānī hai . 80Kōī kisī bhī bhāv sē bōlē vā chalē lēkin āp sadā har ēk prati śhubh bhāv , śhrēṣhṭh bhāv dhāraṇ karō .
20You saw how Father Brahma constantly experienced himself to be in a combined form with the Father and also gave this experience to others.
81Jō ismē̃ vijayī hōtē haĩ vahī mālā mē̃ pirōnē K|kē adhikārī haĩ . 82Chāhē sēvā K|kē kṣhētra mē̃ bhāṣhaṇ nahī̃ kar saktē , plan nahī̃ banā saktē lēkin jō har ēk sē sambandh-sampark mē̃ śhubh bhāv rakh saktē haĩ , tō yah śhubh bhāv sūkṣhma sēvā-bhāv mē̃ jamā hō jāyēgā . 83Aisē śhubh bhāv vālā sadā sabhī kō sukh dēgā , sukh lēgā . 84Tō yah bhī sēvā hai aur yah sēvā-bhāv āgē number lēnē kā adhikārī banā dēgā .
21No one can separate a combined form.
85Isliē mālā kā maṇkā ban jāyēṅgē . 86Samjhā ? 87Kabhī bhī aisē nahī̃ sōchnā ki hamkō tō bhāṣhaṇ karnē kā chance hī nahī̃ miltā hai , baṛī-baṛī sēvā kā chance nahī̃ miltā .
22In the same way, worthy children constantly experience themselves to be in a combined form with the Father; there is no power that can separate them.
88Lēkin yah sēvā-bhāv kā golden chance lēnē vālā chancellor key|kī line mē̃ ā jāyēgā arthāt viśhēṣh ātmā ban jāyēgā . 89Isliē is varṣh mē̃ viśhēṣh yah śhubh bhāvnā aur śhrēṣhṭh bhāv dhāraṇ karnē kā viśhēṣh attention rakhnā . 90Aśhubh bhāv aur aśhubh bhāvnā kō bhī apnē śhubh bhāv aur śhubh bhāvnā sē parivartan kar saktē hō .
23Just as in the golden age the elements are the servants of the deities, that is, they constantly remain cooperative according to the time, in the same way, because of the elevated stage of the worthy children, all the powers and all the virtues constantly remain cooperative with them according to the time.
91Sunāyā thā nā ki gulāb kā puṣhp badbū key|kī khād sē khuśhbū dhāraṇ kar khuśhbūdār gulāb ban saktā hai . 92Tō āp śhrēṣhṭh ātmāyē̃ aśhubh , vyarth , sādhāraṇ bhāvnā aur bhāv kō śhrēṣhṭhatā mē̃ nahī̃ badal saktē ! 93Vā kahēṅgē-kyā karē̃ , iskī hai hī aśhubh bhāvnā , inkā bhāv hī mērē prati bahut kharāb hai , maĩ kyā karū̃ ? 94Aisē tō nahī̃ bōlē̃gē nā !
24That is, they remain sovereigns over all the powers and all the virtues.
95Āpkā tō title hī hai viśhva-parivartak . 96Jab prakr̥iti kō tamōguṇī sē satōguṇī banā saktē hō ; tō kyā ātmāō̃ K|kē bhāv aur bhāvnā K|kē parivartak nahī̃ ban saktē ? 97Tō yahī lakṣhya bāp samān avyakt phariśhtā bannē K|kē lakṣhaṇ sahaj aur svataḥ lāyēgā . 98Samjhā , kaisē avyakt varṣh manānā hai ?
25Together with this, what is the special form of service of such worthy children?
99Manānā arthāt bananā-yah brāhmaṇō̃ key|kī bhāṣhā kā siddhānt hai . 100Bannā hai nā . 101Ki sirph manānā hai ? 102Tō brāhmaṇō̃ mē̃ vartamān samay isī purūṣhārth key|kī viśhēṣh āvaśhyaktā hai aur yahī sēvā mālā K|kē maṇakō̃ kō samīp lāē mālā prasiddh karēgī .
26Just as all of you continually serve through words and through the mind, so they too do such service, but their special service is that they do not just give the donation of the powers and virtues attained from the Father to all souls, but they also give the experience of cooperation and attainment.
103Mālā K|kē maṇakē alag-alag taiyār hō rahē haĩ . 104Lēkin mālā arthāt dānē , dānē key|kī samīpatā . 105Tō yah dō bātē̃ dānē key|kī dānē sē samīpatā kā sādhan haĩ . 106Iskō hī kahā jātā hai sapūt arthāt sabūt dēnē vālē .
27They give donations to the souls who have no knowledge and they give cooperation and attainment to the Brahmin souls, because the greatest donation is the donation of virtues and powers.
107Achchhā !
108Chārō̃ ōr K|kē sarv snēh kā sabūt dēnē vālē sapūt bachchō̃ kō , sadā bāp samān phariśhtā bannē K|kē umaṅg-utsāh mē̃ rahnē vālī ātmāō̃ kō , sadā sarv prati śhrēṣhṭh bhāvnā aur śhrēṣhṭh bhāv rakhnē vālī vijayī ātmāō̃ kō , sadā her|har ātmā kō śhrēṣhṭh bhāvnā sē parivartan karnē vālē viśhva-parivartak ātmāō̃ kō , sadā vijayī ban vijay mālā mē̃ samīp ānē vālē vijayī ratnō̃ kō bāpdādā kā avyakt varṣh key|kī mubārak K|kē sāth-sāth yād , pyār aur namastē . 109Dādiyō̃ sē mulākāt 110 ( jānkī dādī sē ) apnī himmat aur sarv K|kē sahyōg key|kī duāyē̃ śharīr kō chalā rahī haĩ . 111Samay par śharīr bhī sahyōg dē dētā hai .
28To make those who are weak powerful is the greatest donation and cooperation.
112Iskō kahtē haĩ extra duāō̃ key|kī madad . 113Tō viśhēṣh ātmāō̃ kō yah extra madad miltī hī hai .
29Do you know how to give such cooperation?
114Thōṛā śharīr kō rest bhī dēnā paṛtā hai . 115Agar nahī̃ dētē haĩ tō vō khiṭkhiṭ kartā hai . 116Jaisē aurō̃ kō jō chāhtā hai vō dē dētē hō nā ! 117Kiskō śhānti chāhiē , kiskō sukh chāhiē , kiskō himmat cāhiē-tō dētē hō nā !
30Or, are you at present thinking about taking?
118Tō śharīr kō jō chāhiē vō bhī dē diyā karō . 119Iskō bhī tō kuchh chāhiē nā ! 120Kyōṅki yah śharīr bhī amānat hai nā !
31Are you still those who are taking or have you become the children of the Bestower who give?
121Iskō bhī sambhālnā tō paṛtā hai nā ! 122Achchhī himmat sē chalā rahī hō aur chalnā hī hai .
32Is it that sometimes you give and sometimes you take?
123Samay par āvaśyakatānusār jaisē śharīr āpkō sahyōg dē dētā hai , tō āp bhī thōṛā-thōṛā sahyōg dē dō . 124Knowledgeful tō hō hī . 125Achchhā hai .
33Start to give and, in your taking, you will automatically become full, because the Father has given everything to everyone.
126Kyōṅki is śharīr dvārā hī anēk ātmāō̃ kā kalyāṇ hōnā hai . 127Āp lōgō̃ K|kē sirph sāth K|kē anubhav sē hī sab bahut baṛī madad kā anubhav kartē haĩ . 128Hājir hōnā bhī sēvā key|kī hājirī hō jātī hai . 129Chāhē sthūl sēvā na bhī karē̃ lēkin hājir hōnē sē hājirī paṛ jātī hai .
34He has not kept anything for Himself; He has given everything.
130Second bhī sēvā K|kē binā na rah saktē hō , na rahtē hō . 131Isliē sēvā kā jamā kā khātā jamā hō hī rahā hai . 132Bahut achchhā part bajā rahī hō , bajātī rahē̃gī . 133Achchhā part milā hai nā !
35It is just that those who take (from Baba) do not know how to look after it or how to use it in the task.
134Itnā baṛhiyā part drama anusār duāō̃ K|kē kāraṇ milā hai ! 135Yē brāhmaṇ janm K|kē ādi K|kē saṅskār merciful aur sahyōg key|kī bhāvnā kā phal hai . 136Chāhē tan sē , chāhē man sē-rahamadil aur sahyōg key|kī bhāvnā kā part ādi sē milā huā hai . 137Isliē uskā phal sahaj prāpt hō rahā hai .
36So the more you continue to give, the more you will have the experience of becoming complete.
138Śhārīrik sahyōg key|kī bhī sēvā dil sē kī hai . 139Isliē śharīr key|kī āyu in duāō̃ sē baṛh rahī hai . 140Achchhā !
37You are such worthy children, are you not?
141 ( dādī jī sē ) achchhā , service karkē āī hō ! 142Yah drama bhī sahyōgī bantā hai aur yē śhubh bhāvnā kā phal aur bal miltā hai . 143Saṅgaṭhit rūp mē̃ śhubh bhāvnā yē phal dētī hai . 144Tō achchhā rahā aur achchhē tē achchhā rahnā hī hai .
38Are you in the line of those who are worthy?
145Abhī tō aur bhī avyakt sthiti dvārā viśhva key|kī ātmāō̃ kō aur sēvā mē̃ āgē baṛhnē kā bal milēgā . 146Sirph brāhmaṇō̃ K|kē dr̥iṛh parivartan kē liē viśhva-parivartan rūkā huā hai . 147Brāhmaṇō̃ kā parivartan kabhī powerful hōtā hai , kabhī halkā hōtā hai . 148Tō yē halchal bhī kabhī jōr pakaṛtī hai , kabhī ḍhīlī hōtī hai .
39Or, are you in the line of those who are becoming worthy?
149Sampann bannē tō yahī brāhmaṇ haĩ . 150Achchhā ! 151 ( chandramaṇi dādī sē ) bēhad key|kī chakravartī ban gaī-āj yahā̃ , kal vahā̃ ! 152Tō iskō hī kahā jātā hai viśhva key|kī ātmāō̃ sē svataḥ aur sahaj sambandh baṛhnā .
40Just as, in a worldly way, parents make their children dance in their hands, that is, they constantly keep them happy, full of zeal and enthusiasm, in the same way, worthy children will make others dance with zeal and enthusiasm and make them fly in the flying stage.
153Viśhva kā rājya karnā hai , viśhva-kalyāṇakārī haĩ , tō kōnē-kōnē mē̃ pāṅw tō rakhnē chāhiē nā . 154Isliē dēśh-vidēśh mē̃ chance mil jātā hai . 155Programme na bhī banāō lēkin yah ḍrāmānusār saṅgam key|kī sēvā bhaviṣhya kō pratyakṣha kar rahī hai . 156Isliē bēhad key|kī sēvā aur bēhad K|kē sambandh-sampark baṛh rahē haĩ aur baṛhtē rahē̃gē .
41This year, you are celebrating the Avyakt Year.
157State kā rājā tō nahī̃ bannā hai , viśhva kā bannā hai ! 158Pañjāb kā rājā tō nahī̃ bannā hai ! 159Vō tō nimitt ḍayuṭī hai , ḍayuṭī samajhkar nibhātē hō . 160Bākī order karē̃ ki madhuban nivāsī bannā hai , tō sōchē̃gē kyā ki pañjāb kā kyā hōgā ?
42The Avyakt Year means to give the proof of being worthy of the Father.
161Nahī̃ .
162Jab tak jahā̃ key|kī jō ḍayuṭī hai , bahut achchhī tarah sē nibhānā hī hai . 163 ( jānkī dādī sē ) abhī kahē̃ ki āp foreign sē yahā̃ ā jāō tō baiṭh jāyēṅgī nā ! 164Bāp bhējtē haĩ , khud nahī̃ jātī hō . 165Ākhir tō sabhī kō yahā̃ ānā hī paṛēgā nā !
43To give such proof means to celebrate.
166Isliē bār-bār ātē-ātē phir rah jāyēṅgē . 167Chakkar lagākar ā jātē hō nā !
44The meaning of avyakt is to be beyond corporeal feelings and desires.
168Isliē nyārē bhī hō aur sēvā K|kē pyārē bhī . 169Dēśh aur vyaktiyō̃ K|kē pyārē nahī̃ , sēvā K|kē pyārē . 170Achchhā ! 171Sabkō yād dēnā , avyakt varṣh key|kī mubārak dēnā .
45Generally, in life, the basis of the stages of ascent and descent are these two aspects: one is loving feelings (bhavna) and the other is intentions (bhav).
172Avyakt bāpdādā key|kī personal mulākāt 173Group nã . 1 174Bachnē K|kē liyē buddhi kō śhuddha saṅkalpō̃ mē̃ busy rakhō 175Sadā khuśh rahtē hō !
46If in any task you have elevated feelings for both the task and the one who is carrying out the task, then the result attained by those feelings is automatically elevated.
176Yā kabhī khuśh rahtē aur kabhī khuśhī kē bajāē kōī vyarth saṅg vā saṅkalp mē̃ ā jātē hō ? 177Agar kōī bhī vyarth saṅkalp vā vyarth saṅg miltā hai vā chaltā hai tō khuśhī samāpt hō jātī hai . 178Kyōṅki vyarth saṅg vā vyarth saṅkalp bōjh hai aur khuśhī halkī chīz hai ! 179Isliē dēkhō , jab khuśh hōtē haĩ tō nāchtē haĩ .
47One is to have a feeling of benevolence for everyone.
180Jō halkā hōgā vah khuśhī mē̃ nāchtā hai ! 181Śharīr kitnā bhī bhārī hō lēkin man halkā hōgā tō bhī nāchēgā . 182Man bhārī hōgā tō halkā bhī nāchēgā nahī̃ .
48The second is to have a feeling of giving love and cooperation no matter what anyone is like.
183Tō khuśhī hai halkāpan aur vyarth saṅkalp vā vyarth saṅg hai bhārī , bōjh . 184Bōjh sadā nīchē lē ātā hai aur halkī chīz sadā ūñchī jātī hai . 185Tō khuśh rahnē kā sahaj sādhan hai-sadā halkē rahō . 186Śhuddha saṅkalp halkē haĩ aur vyarth saṅkalp bhārī haĩ .
49The third is of constantly increasing zeal and enthusiasm.
187Jab bhī kiskē vyarth saṅkalp chaltē haĩ tō kyā anubhav kartē hō ? 188Māthā bhārī hō jātā hai . 189Bōjh hai tabhī tō māthā bhārī kartā hai nā !
50The fourth is to have a feeling of everyone belonging to you, no matter what someone may be like.
190Tō sadā bāp K|kē saṅg mē̃ rahnā aur sadā bāp K|kē diyē huē śhuddha saṅkalpō̃ mē̃ rahnā ! 191Yah rōz key|kī murlī rōj kē liē śhuddha saṅkalp haĩ .
51The fifth is the foundation of all of these, and that is the feeling of soul consciousness.
192Tō kitnē śhuddha saṅkalp bāp dvārā milē haĩ ! 193Jab kōī achchhī chīz vā baṛhiyā chīz mil jātī hai tō halkī ( ghaṭiyā ) chīz kō kyā karē̃gē ? 194Khatm karē̃gē nā ! 195Sārā din buddhi kō busy rakhnē kē liē rōz savērē-savērē bāp śhuddha saṅkalp dētē haĩ .
52These are called positive feelings.
196Jahā̃ śhuddha hōṅgē vahā̃ vyarth nahī̃ hōṅgē . 197Buddhi kō khālī rakhtē hō , isliē vyarth ātē haĩ . 198Yahī sahaj upāya hai , sādhan hai ki sadā śhuddha saṅkalpō̃ sē buddhi kō busy rakhō . 199Sirph khuśh rahnā hai-yahī yād nahī̃ rakhnā lēkin sadā khuśh rahnā hai !
53Therefore, to become avyakt means to have all these positive feelings.
200Yah sōchō ki brāhmaṇ khuśh nahī̃ rahē̃gē tō kaun rahēgā ! 201Brāhmaṇ hī śhrēṣhṭh haĩ nā . 202Dēvtāō̃ sē bhī brāhmaṇ śhrēṣhṭh haĩ . 203Brāhmaṇō̃ key|kī khurāk hī khuśhī hai .
54Only when your feelings are the opposite of these positive feelings do corporeal feelings attract you towards themselves.
204Isliyē gātē haĩ-khuśī jaisī kōī khurāk nahī̃ . 205Agar kōī sadā khuśh rahtā hai tō pūchhtē haĩ-āpakō kyā milā hai !
55The meaning of corporeal feelings is to be negative, that is, to be the opposite of all these five aspects.
206Āp laukik jīvan sē alaukik jīvan vālē hō gayē . 207Tō yah alaukiktā key|kī jhalak chēhrē par dikhāī dēnī chāhiē .
56You yourselves know what the opposite of these is; there is no need to speak about it.
208Aisē nahī̃-maĩ andar sē tō khuśh rahtī hū̃ , bāhar sē dikhāī nahī̃ dētā . 209Andar kā bāhar avaśhya ātā hai .
57When your feelings are the opposite of these, you cannot stabilise yourself in the avyakt stage.
210Tō sadā check karō ki hamārā chēhrā aur chalan alaukiktā key|kī jhalak dikhātā hai ? 211Achchhā ! 212Group nã . 2
58They are the special doors for Maya to come through.
213Achal-aḍōl bannē K|kē liyē rōz tīn bindiyō̃ kā tilak lagāō 214Apnē kō trikāldarśhī anubhav kartē hō ? 215Saṅgamyug par bāp sabhī ātmāō̃ kō trikāldarśhī banātē haĩ . 216Kyōṅki saṅgamyug hai śhrēṣhṭh , ūñchā .
59Check any obstacle that comes, and you’ll find that the reason is that, instead of having loving feelings, you have the opposite feelings.
217Tō jō ūñchā sthān hōtā hai vahā̃ khaṛā hōnē sē sab kuchh dikhāī dētā hai . 218Tō saṅgamyug par khaṛē hōnē sē tīnō̃ hī kāl dikhāī dētē haĩ . 219Ēk taraph duḥkhdhām kā gyān hai , dūsrē taraph sukhdhām kā gyān hai aur vartamān kāl saṅgamyug kā bhī gyān hai . 220Tō trikāldarśhī ban gayē nā !
60Feelings first come in the form of thoughts, then in words and then in actions.
221Tīnō̃ hī kāl kā gyān emerge hai ? 222Tīnō̃ hī kāl smr̥iti mē̃ rakhō-kal duḥkhdhām mē̃ thē , āj saṅgamyug mē̃ haĩ aur kal sukhdhām mē̃ jāyēṅgē . 223Jō bhī karma karō vah trikāldarśhī bankar K|kē karō tō her|har karma śhrēṣhṭh hōgā . 224Vyarth nahī̃ hōgā , samarth hōgā !
61As are your feelings, so you will see the activity and words of others with that intention, and that is how you will listen to them and come into relationship with them.
225Samarth karma kā phal samarth miltā hai . 226Trikāldarśhī bannē sē-yah kyō̃ huā , yah kyā huā , aisā nahī̃ vaisā hōnā chāhiē … - yah sab question-mark khatm hō jātē haĩ . 227Nahī̃ tō bahut question uṭhtē haĩ . 228 kyō̃ kā question uṭhnē sē vyarth saṅkalpō̃ key|kī queue lag jātī hai aur trikāldarśhī bannē sē fullstop lag jātā hai .
62Feelings can change intentions.
229Nothing new , tō full stop lag gayā nā ! 230Fullstop arthāt bindī lagānē sē bindu rūp sahaj yād ā jātā hai . 231Bāpdādā sadā kahtē haĩ ki amr̥itvēlē sadā tīn bindiyō̃ kā tilak lagāō . 232Āp bhī bindī , bāp bhī bindī aur jō hō gayā , jō hō rahā hai , nothing new , tō fullstop bhī bindī .
63If, at any time, you have feelings of jealousy of any soul, that is, if you do not have the feeling of that one belonging to you, you will find that through every activity and word of that soul a misunderstanding will arise.
233Yah tīn bindī kā tilak arthāt smr̥iti kā tilak . 234Mastak smr̥iti kā sthān hai , isliē tilak mastak par hī lagātē haĩ .
64That one may be doing something good, but, because your feelings are not good, you will only see a bad intention in that one's activity and words.
235Tīn bindiyō̃ kā tilak lagānā arthāt smr̥iti mē̃ rakhnā . 236Phir sārā din achal-aḍōl rahē̃gē . 237Yah kyū̃ aur kyā hī halchal hai .
65Feelings change intentions, and so check whether you have good wishes and pure feelings for all souls.
238Tō achal rahnē kā sādhan hai-amr̥tavēlē tīn bindiyō̃ kā tilak lagāō . 239Yah bhūlō nahī̃ . 240Jis samay kōī bāt hōtī hai us samay fullstop lagāō .
66Because there is a difference in understanding their intention, this misunderstanding becomes a door for Maya.
241Aisē nahī̃ ki yād thā lēkin us samay bhūl gayā . 242Gāṛī mē̃ yadi samay par brake na lagē tō phāydā hōgā yā nuksān ? 243Tō samay par fullstop lagāō . 244Nothing nyu-hōnā thā , hō rahā hai .
67In order to create the avyakt stage, especially check your wishes and feelings and you will easily have special experiences through the avyakt stage.
245Aur sākṣhī hōkar K|kē dēkhkar āgē baṛhtē chalō . 246Tō trikāldarśhī arthāt ādi , madhya , ant-tīnō̃ kō jān jaisā samay , vaisā apnē kō sadā safe rakh sakō . 247Aisē nahī̃ kahō ki-yah samasyā bahut baṛī thī nā , chhōṭī hōtī tō maĩ pās|pass hō jātī lēkin samasyā bahut baṛī thī ! 248Kitnī bhī baṛī samasyā hō lēkin āp tō master sarvśhaktivān hō nā !
68Many children remain beyond impure wishes and impure feelings.
249Tō baṛē huē nā ! 250Baṛē kē āgē samasyā nahī̃ hai lēkin khēl hai ! 251Iskō kahā jātā hai trikāldarśhī . 252Trikāldarśhī ātmā sadā hī niśhchint rahtī hai kyōṅki usē niśhchay hai ki hamārī vijay huī hī paṛī hai .
69However, one is pure wishes and pure feelings, the next is wasteful wishes and wasteful feelings and the third is ordinary wishes and ordinary feelings, because to be a Brahmin means to have the feeling of doing service.
253Jab apnē kō jimmēvār samajhtē hō tab chintā hōtī hai aur bāp kō jimmēvār samajhtē hō tō niśhchint hō jātē hō . 254Kaī bār kahtē haĩ nā-kyā karē̃ , jimmēvārī hai nā , nibhānā paṛtā hai . 255Lēkin trustee ban nibhāō .
70However, even having ordinary wishes and ordinary feelings, that is the service for Brahmins, because to be a Brahmin means to do service through feelings.
256Gr̥ihasthī bankar nibhā nahī̃ sakē̃gē . 257Trustee bankar K|kē nibhānē sē sahaj bhī hōgā aur saphal bhī hōṅgē .
71So, do not cause any loss even through ordinary feelings and ordinary wishes.
258Tō sab chintā chhōṛkar jānā . 259Jinkē pās|pass thōṛī-bahut hō , tō chhōṛkar jānā , sāth nahī̃ lē jānā . 260Vaisē tīrtha par kuchh chhōṛkar ātē haĩ nā . 261Tō yah bhī mahān tīrtha hai nā !
72It means that you are not able to carry out the duty of Brahmin life, which is to do service through feelings and good wishes.
262Tō sadā kē liē niśhchint , niśhchaybuddhi . 263Samjhā ? 264Kichṛā sāth mē̃ nahī̃ rakhā jātā hai . 265Mātāō̃ kō ādat hōtī hai-purānī chīz bhī hōgī tō gāṇṭh bāndhkar rakh dē̃gī !
73This is why you will not be able to experience the special blessing of accumulating the fruit of service in Brahmin life.
266Tō yah bhī gāṇṭh bā̃dhakar nahī̃ jānā . 267Mātāyē̃ gaṭhrī bāndhtī haĩ , pāṇḍav jēb mē̃ rakhtē haĩ .
74So, transform ordinary feelings and ordinary wishes into elevated feelings and elevated wishes.
268Tō isē chhōṛkar niśhchint arthāt sadā achal-aḍōl sthiti mē̃ rahnā . 269Achchhā ! 270Group nã . 3 271Saphaltāmūrt bannē kā sādhan hai-jīvanamukta sthiti
75If you check, you will be able to change and easily become avyakt angels like the father.
272Brāhmaṇ jīvan arthāt sadā jīvan-mukt sthiti vālē , sarv bandhanō̃ sē mukt .
76So do you understand how you have to celebrate the avyakt year?
273Pahlā bandhan hai apnē dēhbhān kā bandhan . 274Brāhmaṇ jīvan mē̃ dēh kā bandhan , sambandh kā bandhan , sādhanō̃ kā bandhan-sab khatm hō gayā nā ! 275Mōṭā dhāgā khatm hō gayā . 276Mahīn dhāgā rah tō nahī̃ gayā ?
77Having pure feelings is a very elevated way to do service through the mind, and having elevated wishes is an easy way to be loved by those who come into connection and relationship with you.
277Abhī sambandh hai lēkin bandhan nahī̃ . 278Bandhan apnē vaśh mē̃ kartā hai aur sambandh snēh kā sahyōg dētā hai . 279Lēkin śhuddha sambandh . 280Dēh K|kē sambandhiyō̃ kā dēh K|kē nātē sē sambandh nahī̃ lēkin ātmik sambandh .
78Those who always have elevated wishes for everyone can become close beads of the rosary, because the rosary is a sign of closeness and elevated feelings for those with whom you come into contact and relationship.
281Tō bandhan mē̃ hō yā sambandh mē̃ ? 282Agar vaśh hōtē hō , parvaśh hō jātē hō tō bandhan hai aur mukt rahtē hō tō sambandh hai !
79No matter with what intention someone speaks or moves along, you must constantly have elevated feelings for that one.
283Kaisē rahtē hō ? 284Thōṛā-thōṛā ākarṣhit hōtē hō ? 285Brāhmaṇ arthāt jīvan-mukt .
80Only those who are victorious in this have a right to be threaded in the rosary of victory.
286Tō check karō-kōī bhī karma mukt hōkar K|kē kartē haĩ ? 287Kyōṅki karma K|kē binā tō rah nahī̃ saktē haĩ , jab karmēndriyō̃ kā ādhār hai tō karma tō karnā hī hai , lēkin karm-bandhan nahī̃ , karm-sambandh . 288Jīvan-mukt avasthā arthāt saphaltā bhī jyādā aur karma kā bōjh bhī nahī̃ . 289Jō mukt haĩ vō sadā hī saphaltāmūrt haĩ .
81Even if someone cannot give lectures on the field of service or cannot make plans, however if that one is able to have good wishes for each one he or she comes into connection and relationship with, then these good wishes will be accumulated in the account of subtle service through feelings, because those who have good wishes constantly give happiness to others and receive happiness.
290Jīvan-mukt ātmā sadā phalak sē kahēgī ki saphaltā janmasiddh adhikār hai . 291Jō bandhan mē̃ hōgā vō sadā sōchtā rahēgā ki saphaltā hōgī yā nahī̃ , yah karē̃ yā nahī̃ karē̃ , ṭhīk hōgā yā nahī̃ hōgā ? 292Lēkin brāhmaṇ ātmāō̃ key|kī saphaltā niśhchit hai , vijay niśhchit hai . 293Aisē nahī̃ samajhnā ki bhaviṣhya mē̃ jīvan-mukt hōṅgē !
82So, this too is service.
294Abhī jīvan-mukt hōnā hai . 295Is samay hī jīvanbandh aur jīvan-mukt kā gyān hai ! 296Satyug mē̃ yah gyān nahī̃ hōgā ! 297Majā hai tō is samay kā hai !
83This feeling of service enables you to claim a right to a number in the front.
298Jīvanbandh kā bhī anubhav kiyā aur jīvan-mukt kā bhī anubhav kar rahē hō ! 299Sadā jīvan-mukt rahnē kā sahaj sādhan hai - maĩ aur mērā bābā ! 300Kyōṅki mērē-mērē kā hī bandhan hai . 301Mērā bābā hō gayā tō sab mērā khatm .
84Therefore, you will become a bead of the rosary.
302Jab ēk mērā mē̃ sab mērā-mērā samāpt hō gayā , tō bandhan-mukt hō gayē . 303Tō yah sahaj sādhan ātā hai nā ! 304Karma K|kē pahlē check karō ki bandhan mē̃ phans K|kē tō karma nahī̃ kar rahē haĩ ? 305Duniyā vālē tō bahut kaṭhin tap kartē haĩ mukti prāpt karnē kō .
85Do you understand?
306Aur āpkō sahaj milā nā ! 307 mērā bābā kahā aur bandhan khatm . 308Tō jō sahaj hōtā hai , uskō sadā apnāyā jātā hai . 309Jō muśhkil hōtā hai usē sadā nahī̃ kar saktē haĩ .
86Do not ever think that you never have a chance to give lectures or that you do not have a chance to do important service.
310Tō sadā sahaj hai yā kabhī-kabhī thōṛā muśhkil lagtā hai ? 311Tō yahī yād rakhnā ki ham brāhmaṇ jīvan-mukt ātmā haĩ . 312Sahajyōgī arthāt saphaltāmūrt . 313Achchhā !
87Those who take this golden chance of doing service through feelings will come into the line of chancellors, that is, they will become special souls.
314Group nã . 4 315Svamān mē̃ rahō tō sarv had key|kī ichchhāyē̃ samā jāyēṅgī 316Svayã kō śhrēṣhṭh svamāndhārī ātmā anubhav kartē hō ?
88Therefore, in this year, pay special attention to imbibing good wishes and elevated feelings.
317Jitnā svamān mē̃ sthit hōtē hō , tō svamān , dēhbhān kō bhulā dētā hai . 318Ādhā kalp dēhbhān mē̃ rahē aur dēh-bhān K|kē kāraṇ alpkāl K|kē mān prāpt karnē K|kē bhikhār rahē . 319Abhī bāp nē ākar svamāndhārī banā diyā . 320Svamān mē̃ sthit rahtē hō yā kabhī had K|kē mān key|kī ichchhā rakhtē hō ?
89You can transform bad wishes and impure feelings with your good wishes and pure feelings.
321Jō svamān mē̃ rahtā usē had K|kē mān prāpt karnē key|kī kabhī ichchhā nahī̃ hōtī , ichchhā mātram avidyā hō jātē . 322Ēk svamān mē̃ sarv had key|kī ichchhāyē̃ samā jātī haĩ , māṅgnē key|kī āvaśhyaktā nahī̃ rahtī . 323Kyōṅki yah had key|kī ichchhāyē̃ kabhī bhī pūrṇ nahī̃ hōtī haĩ . 324Ēk had key|kī ichchhā anēk ichchhāō̃ kō utpanna kartī hai , sampann nahī̃ kartī lēkin paidā kartī hai .
90You were told that a rose can imbibe fragrance from the bad odour of manure and become a fragrant rose.
325Svamān sarv ichchhāō̃ kō sahaj hī sampann kar dētā hai . 326Tō jab bāp sadā kē liē svamān dētā hai , tō kabhī-kabhī kyō̃ lēvē̃ ! 327Svamāndhārī sadā bēphikr bādśhāh hōtā hai , sarv prāpti svarūp hōtā hai . 328Usē aprāpti key|kī avidyā hōtī hai .
91So can you elevated souls not transform impure, wasteful and ordinary feelings and wishes into elevated feelings and wishes?
329Tō sadā svamāndhārī ātmā hū̃-yah yād rakhō . 330Svamāndhārī sadā bāp K|kē diltakhtanaśhīn hōtā hai kyōṅki bēphikr bādśhāh hai ! 331Bādśhāh kā jīvan kitnā śhrēṣhṭh hai ! 332Duniyā vālō̃ K|kē jīvan mē̃ kitnī phikra rahtī haĩ-uṭhēṅgē tō bhī phikra , sōyēṅgē tō bhī phikra .
92Or would you say: "What can I do?
333Aur āp sadā bēphikr hō . 334Pāṇḍavō̃ kō phikra rahtā hai ? 335Kal vyāpār ṭhīk hōgā yā nahī̃ , kal dēśh mē̃ śhānti hōgī yā aśhānti … - yah phikra rahtā hai ?
93This one has impure feelings; this one has very bad intentions towards me; what can I do?"
336Kal bachchē achchhī tarah sē sambhāl sakē̃gē yā nahī̃-yah phikra mātāō̃ kō rahtā hai ? 337Duniyā mē̃ kuchh bhī hō lēvin aśhānti K|kē vāyumaṇḍal mē̃ āp tō śāntasvarūp ātmāyē̃ hō , aurō̃ kō bhī śhānti dēnē vālē . 338Yā aśhānti hōgī tō āp bhī ghabrā jāyēṅgē ? 339Āpkē ghar kēbāhar bahut haṅgāmā hō rahā hō , tō āp us samay kyā kartē hō ?
94You will not say this, will you?
340Yād mē̃ baiṭh jātē hō nā !
341Bāp kō yād karkē śhānti lēkar aurō̃ kō dēnā-yah sēvā karō . 342Kyōṅki jō achchhī chīj apnē pās|pass hai aur dūsrō̃ kō uskī āvaśhyaktā hai , tō dēnī chāhiē nā ! 343Tō aśhānti K|kē samay par master śānti-dātā ban aurō̃ kō bhī śhānti dō , ghabrāō nahī̃ . 344Kyōṅki jāntē hō ki-jō hō rahā hai vō bhī achchhā aur jō hōnā hai vah aur achchhā !
95Your title is, "A world transformer".
345Vikārō̃ K|kē vaśhībhūt manuṣhya tō laṛtē hī rahē̃gē . 346Unkā kām hī yah hai . 347Lēkin āpkā kām hai-aisī ātmāō̃ kō śhānti dēnā . 348Kyōṅki viśhva kalyāṇkārī hō nā !
96Since you can change tamoguni matter into satoguni matter, can you not become the ones who transform the feelings and intentions of souls?
349Viśhva-kalyāṇakārī ātmāyē̃ sadā master dātā ban dētī rahtī haĩ . 350Tō sabhī śakti-rūp hō nā ! 351Mātāyē̃ chār dīvārī mē̃ rahnē vālī ablāyē̃ hī̃ hō , śhaktiyā̃ hō . 352Tō śhakti sadā vardānī hōgī aur pāṇḍav bhī sadā mahāvīr .
97Then this aim will easily and automatically bring about the qualifications for becoming an avyakt angel, equal to the father.
353Mahāvīr key|kī sadā vijay hai . 354Kabhī hār nahī̃ khā saktē . 355Achchhā ! 356Group nã . 5
98Do you understand how you have to celebrate?
357Sampann bannē kā sahaj sādhan - sadā bāp kē sāth rahō 358 ( double vidēśhī bachchō̃ sē ) sadā apnē kō is sr̥ṣṭi-ḍrāmā key|kī bēhad stage par part bajānē vālē hero actor samajhtē hō ? 359Ūñchē tē ūñchē bāp kē sāth part bajānē vālē ūñchē tē ūñchē actor hō gayē nā . 360Bāp kē sāth part bajā rahē hō , isliē viśhēṣh pārṭdhārī ban gayē .
99To celebrate means to become.
361Hero actor kē ūpar sabhī key|kī nazar hōtī hai . 362Tō sārē viśhva K|kē ātmāō̃ key|kī najar abhī āp sabkē taraph hai ! 363Tō ēk naśhā yah hai ki ham bāp kē sāth part bajānē vālē haĩ aur dūsrā naśhā hai ki sārē viśhva key|kī najar ham śhrēṣhṭh ātmāō̃ kē ūpar hai ! 364Tō double naśhā hai .
100This is the principle of the language of Brahmins.
365Double khuśhī hai-ēk śhrēṣhṭh ātmā bannē key|kī khuśhī , dūsrī bāp sē milnē key|kī ! 366Double hero hō-ēk hīrē tulya jīvan banāī hai aur dūsrā viśhēṣh pārṭdhārī hō ! 367Aisā kabhī sōchā thā ki itnā viśhēṣh part bajānē vālī ātmā hū̃ ? 368Sōchā nahī̃ thā lēkin second mē̃ ban gayē .
101Do you have to become or just celebrate?
369Second kā saudā hai nā ! 370Sahaj prāpt kiyā yā mēhnat lagī ?
102There is a special need for Brahmins to make this effort.
371Foreign culture sē brāhmaṇ culture badalnē mē̃ mēhnat nahī̃ lagī ? 372Kitnī bār brāhmaṇ culture mē̃ rahē hō ? 373Anēk bār K|kē saṅskār yād ātē haĩ ?
103And this service will bring the beads of the rosary close and reveal the rosary.
374Yā emerge karnē mē̃ mēhnat lagtī hai ? 375Yah sometime ( S o m e t i m e ; kabhī-kabhī ) kab tak rahēgā ? 376Agar abhī vināśh hō jāē tō ever ready huē ? 377Achchhā !
104The beads of the rosary are becoming ready individually, but a rosary means closeness between each bead.
378Bhārat vālē taiyār hō ? 379Kal vināśh hō jāē-itanē sampann banē hō ? 380Ever ready bannā hī safety kā sādhan hai . 381Agar samay miltā hai tō saṅgamyug key|kī mauj manāō lēkin rahō ever ready .
105So these two aspects are the method to bring about closeness between each bead.
382Kyōṅki final vināśh key|kī date kabhī bhī pahlē mālūm nahī̃ paṛēgī , achānak hōnā hai . 383Ever ready nahī̃ hōṅgē tō dhōkhā hō jāyēgā .
106This is known as becoming worthy, that is, those who give the proof of that.
384Isliē ever ready banō . 385Sadā yē yād rakhō ki ham aur bāp sadā sāth haĩ . 386Tō jaisē bāp sampann hai vaisē sāth rahnē vālē bhī sampann hō jāyēṅgē . 387Jab sāth kā anubhav karē̃gē tō nirantar yōgī sahaj ban jāyēṅgē .
107Achcha.
388Sadā sāth haĩ , sāth rahē̃gē aur sweet home mē̃ sāth chalē̃gē . 389Jō companion hōṅgē vē|way sāth chalē̃gē aur barātī hōṅgē , dēkhnē vālē hōṅgē tō pīchhē-pīchhē chalē̃gē . 390Samān bannē vālē hī sāth chalē̃gē . 391Tō yah plan banāō ki samān bannā hī hai aur sāth chalnā hī hai .
108To all the worthy children everywhere who give the proof of love, to the souls who constantly have zeal and enthusiasm for becoming like the father, to the victorious souls who constantly have elevated feelings and elevated wishes for all souls, to the world transformer souls who transform every soul with their elevated feelings, to the victorious jewels who are constantly victorious and are coming close in the rosary of victory, together with greetings for the Avyakt Year, BapDada's love, remembrance and namaste.
392Achchhā ! 393 ( double vidēśhī bachchō̃ prati ) sabkō bāpdādā key|kī taraph sē nayē varṣh key|kī mubārak aur yād , pyār dēnā . 394Bāpdādā dēkh rahē haĩ-sabhī apnē kō bāp samān banānē K|kē umaṅg-utsāh mē̃ uṛ rahē haĩ . 395Tō uṛ rahē haĩ aur sadā uṛtē rahē̃gē .
109* * * O MS H A N T I * * *