रविवार 7 मार्च 1993 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 107-03-93 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 07-03-93 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Hōlī|holy manānā arthāt highest aur hōliēsṭa bannā 3Āj bāpdādā apnē sarv highest aur holiest bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .
1To Celebrate Holi Means to Become the Highest and the Holiest
4Sabhī bachchē is bēhad K|kē drama K|kē andar vā sr̥iṣhṭi-chakra K|kē andar sabsē highest bhī hō aur sabsē jyādā holiest bhī hō . 5Ādi sē ab saṅgam samay tak dēkhō ki āp ātmāō̃ sē kōī highest śhrēṣhṭh banā hai ? 6Jitnā āp śhrēṣhṭh sthiti kō , śhrēṣhṭh pad kō prāpt kartē hō itnā aur kōī bhī ātmāyē̃ , chāhē dharm-pitāyē̃ haĩ , chāhē mahān ātmāyē̃ haĩ-kōī bhī itnā śhrēṣhṭh nahī̃ rahē . 7Kyōṅki āp ūñchē tē ūñchē bhagvān dvārā direct pālnā , paṛhāī aur śhrēṣhṭh jīvan key|kī śhrīmat lēnē vālī ātmāyē̃ hō .
2Today, BapDada is seeing all His highest and holiest children.
8Jāntē hō nā apnē kō ? 9Apnē anādi kāl kō dēkhō-anādi kāl mē̃ bhī paramdhām mē̃ bāp K|kē samīp rahnē vālī hō . 10Apnā sthān yād hai nā ?
3All the children are the highest of all and the holiest of all within this unlimited drama of the cycle of the world.
11Tō anādi kāl mē̃ bhī highest hō , samīp , sāth hō aur ādikāl mē̃ bhī sr̥iṣhṭi-chakra K|kē satyug kāl mē̃ dēv-pad prāpt karnē vālī ātmāyē̃ hō . 12Dēv ātmāō̃ kā samay ādikāl bhī sarvaśhrēṣhṭha hai aur sākār manuṣhya jīvan mē̃ sarv prāpti sampann , śhrēṣhṭh hō . 13Sr̥iṣhṭi-chakra K|kē andar yē dēv pad arthāt dēvtā jīvan hī aisī jīvan hai jahā̃ tan , man , dhan , jan-cārō̃ hī prakār key|kī sarv prāptiyā̃ prāpt haĩ .
14Apnī daivī jīvan yād hai ? 15Ki bhūl gayē hō ? 16Anādi kāl bhī yād ā gayā , ādi kāl bhī yād ā gayā ! 17Achchhī tarah sē yād karō .
4Look from the beginning to the present confluence period and see whether any soul has become higher and more elevated than you souls.
18Tō dōnō̃ samay mē̃ highest hō nā ! 19Uskē bād madhya kāl mē̃ āō . 20Tō dvāpar mē̃ āp ātmāō̃ K|kē jaṛ chitra bantē haĩ arthāt pūjya ātmāyē̃ bantē haĩ . 21Pūjya mē̃ bhī dēkhō-sabasē vidhipūrvak pūjā dēv ātmāō̃ key|kī hōtī hai .
5Whether a soul is the father of a religion or a great soul, no other soul attains as elevated a stage or as elevated a status as yours, because you souls are those who take direct sustenance from the Highest on High, from God.
22Āp sabkē mandir banē haĩ . 23Double vidēśhiyō̃ K|kē mandir banē huē haĩ ? 24Ki sirph bhāratvāsiyō̃ K|kē bantē haĩ ? 25Banē huē haĩ nā !
6You study with Him and take elevated shrimat from Him to make your life elevated.
26Jaisē dēv ātmāō̃ key|kī pūjā hōtī hai aisē aur kisī ātmāō̃ key|kī pūjā nahī̃ hōtī . 27Kōī mahātmā vagairah kō mandir mē̃ biṭhā bhī dētē haĩ , lēkin aisē bhāvnā aur vidhipūrvak her|har karma key|kī pūjā hō-aisī pūjā nahī̃ hōtī . 28Tō madhya kāl mē̃ bhī pūjya rūp mē̃ śhrēṣhṭh hō , highest hō . 29Ab ant mē̃ āō-ab saṅgamyug par bhī ūñchē tē ūñchē brāhmaṇ ātmāyē̃ brāhmaṇ sō phariśhtā ātmāyē̃ bantē hō .
7You know yourselves, do you not?
30Tō anādi , ādi , madhya aur ant-hāiēsṭa hō gayē nā .
8Look at your eternal period.
31Hai itnā naśhā ? 32Rūhānī naśhā hai nā ! 33Abhimān nahī̃ lēkin svamān hai , svamān kā naśhā hai . 34Sva arthāt ātmā kā , śhrēṣhṭh ātmā kā rūhānī naśhā hai .
9In the eternal period, you are those who remain close to the Father in the supreme abode.
35Tō sārē chakra mē̃ highest bhī hō aur sāth-sāth holiest bhī hō . 36Chāhē aur ātmāyē̃ bhī hōlī|holy arthāt pavitra bantī haĩ lēkin āpkī vartamān samay key|kī pavitratā aur phir dēvtā jīvan key|kī pavitratā sabhī sē śhrēṣhṭh aur nyārī hai . 37Is samay bhī sampūrṇ pavitra arthāt hōlī|holy bantē hō . 38Sampūrṇ pavitratā key|kī paribhāṣhā bahut śhrēṣhṭh hai aur sahaj bhī hai .
10Do you remember your place?
39Sampūrṇ pavitratā kā arth|earth hī hai-svapn-mātra bhī apavitratā man aur buddhi kō touch nahī̃ karē . 40Isī kō hī kahā jātā hai sachchē vaiṣhṇav . 41Chāhē abhī number-vār puruṣhārthī hō lēkin purūṣhārth kā lakṣhya sampūrṇ pavitratā kā hī hai .
42Aur sahaj pavitratā kō dhāraṇ karnē vālī ātmāyē̃ hō . 43Sahaj kyō̃ hai ?
11You are the highest and you are close to and with Baba eternally.
44Kyōṅki himmat bachchō̃ key|kī aur madad sarvśhaktivān bāp key|kī . 45Isliē muśhkil vā asambhav bhī sambhav hō gayā hai aur number-vār hō rahā hai . 46Tō hōlī|holy arthāt pavitratā key|kī bhī śhrēṣhṭh sthiti kā anubhav āp brāhmaṇ ātmāō̃ kō hai .
47Sahaj lagtī hai yā muśhkil lagtī hai ? 48Sampūrṇ pavitratā muśhkil hai yā sahaj hai ? 49Kabhī muśhkil , kabhī sahaj ? 50Sampūrṇ bannā hī hai-yē lakṣhya hai nā .
12You souls also attain the deity status in the golden age, at the beginning of the cycle of the world.
51Lakṣhya tō highest hai nā ! 52Ki lakṣhya hī ḍhīlā hai ki-kōī bāt nahī̃ , sab chaltā hai ? 53Nahī̃ . 54Yah tō nahī̃ sōchtē hō-thōṛā-bahut tō hōtā hī hai ?
13The time of the deity souls, the starting period is the most elevated; in the corporeal human life, you are full of all attainments and elevated.
55Yē tō nahī̃ sōchtē - thōṛā tō chaltā hī hai , chalā lō , kiskō kyā patā paṛtā hai , kōī mansā tō dēkhtā hī nahī̃ hai , karma mē̃ tō ātē hī nahī̃ haĩ ? 56 lēkin mansā K|kē vāy-brēśansa bhī chhip nahī̃ saktē . 57Chalānē vālē kō bāpdādā achchhī tarah sē jāntē haĩ .
58Aisē out nahī̃ kartē , nahī̃ tō nām bhī out kar saktē haĩ . 59Lēkin abhī nahī̃ kartē . 60Chalānē vālē svayã hī chaltē-chaltē , chalātē-chalātē trētā tak pahũch jāyēṅgē . 61Lēkin lakṣhya sabhī kā sampūrṇ pavitratā kā hī hai .
14In the cycle of the world, that deity status, which is the deity life, is the life where you have attained all four types of attainment: in mind, body, wealth and people.
62Sārē chakra mē̃ dēkhō-sirpha dēv ātmāyē̃ haĩ jinkā śharīr bhī pavitra hai aur ātmā bhī pavitra hai . 63Aur jō bhī āyē haĩ-ātmā pavitra ban bhī jāyē lēkin śharīr pavitra nahī̃ hōgā . 64Āp ātmāyē̃ brāhmaṇ jīvan mē̃ aisē pavitra bantē hō jō śharīr bhī , prakr̥iti bhī pavitra banā dētē hō . 65Isliē śharīr bhī pavitra hai tō ātmā bhī pavitra hai .
15Do you remember your deity life or have you forgotten it?
66Lēkin vō kaunsī ātmāyē̃ haĩ jō śharīr aur ātmā - dōnō̃ sē pavitra bantī haĩ ? 67Unhō̃ kō dēkhā hai ? 68Kahā̃ haĩ vō ātmāyē̃ ? 69Āp hī hō vō ātmāyē̃ !
16You have remembered the eternal period (anadikaal) and you have also remembered the time of the beginning (aadikaal).
70Āp sabhī hō yā thōṛē haĩ ?
17Recall it very clearly.
71Pakkā hai nā ki ham hī thē , ham hī ban rahē haĩ . 72Tō highest bhī hō aur holiest bhī hō .
18You are the highest in both of these, are you not?
73Dōnō̃ hī hō nā ! 74Kaisē banē ? 75Bahut alaukik rūhānī hōlī|holy manānē sē hōlī|holy banē .
19After this, come to the middle period.
76Kaunsī hōlī|holy khēlī hai jissē holiest bhī banē hō aur highest bhī banē hō ? 77Sabsē achchhē tē achchhā śhrēṣhṭh raṅg kaunsā hai ? 78Sabsē avināśhī raṅg hai-bāp K|kē saṅg kā raṅg . 79Jaisā saṅg hōtā hai nā , vaisā raṅg lagtā hai .
20In the copper age, the nonliving images of you souls are created, that is, you become worthyofworship souls.
80Āpkō kiskā raṅg lagā ? 81Bāp kā nā ! 82Tō bāp K|kē saṅg kā raṅg jitnā pakkā lagtā hai utnā hī hōlī|holy ban jātē hō , sampūrṇ pavitra ban jātē hō . 83Saṅg kā raṅg tō sahaj hai nā !
21Within worship too, look how the deity souls are accurately worshipped, according to the system.
84Saṅg mē̃ rahō , raṅg āpēhī lag jāyēgā , mēhnat karnē key|kī bhī āvaśhyaktā nahī̃ . 85Saṅg mē̃ rahnā ātā hai ? 86Ki double vidēśhiyō̃ kō akēlā rahnā , akēlāpan mahsūs karnā jaldī ātā hai ? 87Kabhī-kabhī complain ātī hai nā ki maĩ apnē kō alone ( akēlā ) mahsūs kartī hū̃ .
22Temples have been built to all of you.
88Kyō̃ akēlē rahtē hō ? 89Kyō̃ akēlāpan mahsūs kartē hō ?
23Are there temples to the double foreigners?
90Ādat hai , isliē ? 91Brāhmaṇ ātmāē ēk second bhī akēlē nahī̃ hō saktī̃ .
24Or, are they only built to the residents of Bharat.
92Hō saktī haĩ ? 93 ( nahī̃ ) hōnā nahī̃ hai lēkin hō jātē hō ! 94Bāpdādā nē svayã apnā sāthī banāyā , phir akēlē kaisē hō saktē hō ! 95Kaī bachchē kahtē haĩ ki bāp kō companion ( sāthī ) tō banāyā hai lēkin sadā company ( sāth ) nahī̃ rahtī .
25They have been built, have they not?
96Kyō̃ ? 97Companion banāyā hai , ismē̃ tō ṭhīk haĩ . 98Sabhī sē pūchēṅgē-āpakā companion kaun hai ? 99Tō bābā hī kahē̃gē nā .
26No other souls are worshipped in the way that the deity souls are worshipped.
100Bāpdādā nē dēkhā ki jab companion banānē sē bhī kām nahī̃ chaltā , kabhī-kabhī phir bhī akēlē hō jātē hō . 101Abhī aur kyā yukti apanāyē̃ ? 102Companion banāyā hai lēkin combined nahī̃ banē hō . 103Kambāinḍ-svarūp kabhī alag nahī̃ hōtā .
27Memorials of great souls may have been placed in the temples, but they are not worshipped with such devotion and precision in rituals.
104Companion sē kabhī-kabhī phrēṇḍalī quarrel ( Q u a r r e l - jhagaṛā|jhagṛā ) bhī hō jātā hai tō alag hō jātē hō . 105Kabhī-kabhī kōī aisī bāt hō jātī hai nā , tō bāp sē akēlē ban jātē hō .
28So, in the middle period you are also elevated and the highest in your worthyofworship form.
106Tō companion tō banāyā hai lēkin companion kō combined rūp mē̃ anubhav karō . 107Alag hō hī nahī̃ saktē , kiskī tākat nahī̃ jō mujh combined rūp kō alag kar sakē-aisā anubhav bār-bār smr̥iti mē̃ lātē-lātē smr̥itisvarūp ban jāō . 108Bār-bār check karō ki combined hū̃ , kinārā tō nahī̃ kar liyā ? 109Jitnā kambāinḍ-rūp kā anubhav baṛhātē jāyēṅgē utnā brāhmaṇ jīvan bahut pyārī , manōrañjak jīvan anubhav hōgī .
29Now, come to the end, to the confluence age.
110Tō aisī hōlī|holy manānē āyē hō nā . 111Ki sirph raṅg key|kī hōlī|holy manākar kahē̃gē ki hōlī|holy hō gaī ?
30You are the souls who are the highestonhigh Brahmins, the Brahmins who become angels.
112Sadaiv yād rakhō-saṅg K|kē raṅg key|kī hōlī|holy sē holiest aur highest sahaj bannā hai . 113Muśhkil nahī̃ , sahaj .
31So you are the highest eternally, at the beginning, in the middle and at the end.
114Par-mātm-saṅg kabhī muśhkil kā anubhav nahī̃ karātā . 115Bāpdādā kō bhī bachchō̃ kā mēhnat yā muśhkil anubhav karnā achchhā nahī̃ lagtā . 116Master sarvśhaktivān vā sarvśhaktivān K|kē kambāinḍ-rūp aur phir muśhkil kaisē hō saktī ! 117Jarūr kōī albēlāpan vā ālasya vā purānī past life K|kē saṅskār emerge hōtē haĩ tab muśhkil anubhav hōtā hai .
32Do you have as much intoxication?
118Jab marjīvā ban gayē tō purānē saṅskār key|kī bhī mr̥ityu hō gayī , purānē saṅskār emerge hō nahī̃ saktē . 119Bilkul bhūl jāō-yē purānē janm K|kē haĩ , brāhmaṇ janm K|kē nahī̃ haĩ . 120Jab purānā janm samāpt huā , nayā janm dhāraṇ kiyā tō nayā janm , nayē saṅskār . 121Agar māyā purānē saṅskār emerge karātī bhī hai tō sōcō-agar kōī dūsrē key|kī chīj āpkō ākar K|kē dēvē tō āp kyā karē̃gē ?
33You do have this spiritual intoxication, do you not?
122Rakh dēgē ? 123Svīkār karē̃gē ? 124Sōchē̃gē nā ki yē hamārī chīj nahī̃ hai , yē dūsrē key|kī chīj maĩ kaisē lē saktā hū̃ ?
34Not ego, but self respect; you have intoxication with selfrespect.
125Agar māyā purānē janm K|kē saṅskār emerge karnē K|kē rūp mē̃ ātī bhī hai tō āpkī chīj tō I|āī|eye nahī̃ . 126Sōcō-yē mērī chīj nahī̃ hai , yē parāī hai .
35Swa (self) means the soul, the spiritual intoxication of being an elevated soul.
127Parāī chīj kō saṅkalp mē̃ bhī apnā nahī̃ mān saktē hō . 128Mān saktē haĩ ?
36You are the highest as well as the holiest in the whole cycle.
129Sōcō-parāī chīj jarūr dhōkhā dēgī , duḥkh dēgī . 130Sōchkar K|kē usī second parāī chīj kō chhōṛ dō , phēṅk dō arthāt buddhi sē nikāl dō . 131Parāī chīj kō apnī buddhi mē̃ rakh nahī̃ lō|low . 132Nahī̃ tō parēśhān kartē rahē̃gē .
37Other souls may become holy, that is, pure, but your purity of the present period and then the purity of deity life is the most elevated and unique.
133Sadā yē sōchō ki-brāhmaṇ jīvan mē̃ bāp nē kyā-kyā diyā , brāhmaṇ jīvan kā arthāt mērā nijī svabhāv , saṅskār , vr̥iti , dr̥iṣhṭi , smr̥iti kyā hai ? 134Yē nijī hai , vō parāī hai . 135Parāyā māl achchhā lagtā hai ki apnā māl achchhā lagtā hai ?
136Yē rāvaṇ kā māl hai aur yē bāp kā māl hai-kaunasā achchhā lagtā hai ? 137Kabhī bhī galatī|galtī sē bhī saṅkalp mē̃ bhī nahī̃ lāō - kyā karē̃ , mērā svabhāv aisā hai , mērā saṅskār aisā hai ? 138Kyā karē̃ , saṅskār kō miṭānā bahut muśhkil hai .
139 āpkā hai hī nahī̃ . 140Mērā kyō̃ kahtē hō ? 141Mērā hai hī nahī̃ . 142Rāvaṇ key|kī chīj kō mērā kahtē hō !
38At this time, too, you become completely pure, that is, holy.
143Mērā banātē hō nā , tab hī vō saṅskār bhī samajhtē haĩ ki isnē apnā tō banā liyā , tō ab achchhī tarah sē khātirī karō .
39The definition of complete purity is very elevated and also easy.
144Nijī saṅskār , nijī svabhāv emerge karō tō vah svataḥ hī merge hō jāyēṅgē . 145Samjhā , kyā karnā hai ? 146Tō aisī hōlī|holy manānē āyē hō nā .
40The meaning of complete purity is that impurity should not touch you in your mind or intellect or even in your dreams.
147Vō ēk din kahēṅgē-hōlī hai ; dūsrē din kahēṅgē-hōlī hō gaī . 148Aur āp kyā kahē̃gē ?
41This is known as being a true Vaishnav.
149Āp kahēṅgē-ham sadā hī saṅg K|kē raṅg key|kī hōlī|holy manā rahē haĩ aur hōlī|holy ban gayē . 150Hōlī|holy manātē-manātē hōlī|holy ban gayē . 151Hōlī|holy manā lī yā manānī hai ? 152Jabsē brāhmaṇ banē hō tab sē hōlī|holy manā rahē hō !
42At the moment you may be effort makers, numberwise, but the aim of your effort is complete purity; and you are souls who develop purity easily.
153Kyōṅki saṅgamyug kā samay hī sadā utsav kā samay hai . 154Duniyā vālē tō extra kharcha karkē mauj manātē haĩ . 155Lēkin āp sadā hī her|har second mauj manānē vālē hō , her|har second nāchtē-gātē rahtē hō . 156Sadā khuśhī mē̃ nāchtē hō yā jab cultural programme hōtā hai tabhī nāchtē hō ?
43Why is it easy?
157Sadā nāchtē rahtē hō nā . 158Sadā bāp key|kī mahimā aur apnī prāptiyō̃ K|kē gīt gātē rahō .
44Because children have courage and the Almighty Authority Father helps.
159Sabkō gānā ātā hai nā . 160Sabhī gā saktē hō , sabhī nāch saktē hō . 161Sadā nāchnā-gānā muśhkil hai kyā ? 162Sahaj hai aur sadā sahaj anubhav kartē sampann bannā hī hai .
45This is why that which was difficult and impossible has become possible and it is becoming possible numberwise.
163Kabhī bhī yē nahī̃ sōcō-patā nahī̃ , ham sampann banē̃gē yā nahī̃ banē̃gē .
46So you Brahmin souls experience the elevated stage of being holy, that is, of purity.
164Yē kamjōr saṅkalp kabhī ānē nahī̃ dō . 165Sadā yahī sōchō ki anēk bār maĩ hī banī hū̃ aur mujhē hī bannā hī hai . 166Achchhā ! 167Chārō ōr K|kē sadā paramātma-saṅg K|kē raṅg key|kī hōlī|holy manānē vālī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ , sr̥iṣhṭi-chakra K|kē andar sadā highest part bajānē vālī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ , sarv ātmāō̃ sē śhrēṣhṭh holiest ātmāyē̃ , sadā combined rahnē vālī padmāpadma bhāgyavān ātmāyē̃ , sadā sarv key|kī muśhkil kō bhī sahaj banānē vālī brāhmaṇ ātmāyē̃ , sadā nayē janm K|kē nayē svabhāv-sanskār , nayē umaṅg-utsāh mē̃ rahnē vālī uṛtī kalā key|kī anubhavī ātmāō̃ kō bāpdādā kā yād , pyār aur namastē .
47Does it seem easy or difficult?
168Dādī jānkī sē mulākāt 169Achchhā chal rahā hai nā .
48Is complete purity difficult or easy?
170Rath kō chalānē kā tarīkā ā gayā hai . 171Dādiyō̃ kō ṭhīk dēkhkar K|kē hī khuśh hō jātē haĩ . 172Śharīr K|kē bhī nālē-japhul , ātmā K|kē bhī knowledgeful . 173Chāhē pichhlā hisāb-kitāb chuktū karnā hī paṛtā hai lēkin knowledgeful hōnē sē sahaj chuktū hō jātā hai .
49What is it?
174Tarīkā ā jātā hai nā . 175Chalnē kā aur chalānē kā-dōnō̃ tarīkē ā jātē haĩ .
50Is it sometimes difficult and sometimes easy?
176Phir bhī sēvā kā bal duāō̃ kā kām kar rahā hai . 177Yah duāyē̃ davāī kā kām kar rahī haĩ .
51You have the aim of definitely becoming complete, do you not?
178Sēvā kā umaṅg ātā hai nā-jaldī-jaldī taiyār hō jāē tō sēvā karē̃ .
52Your aim is the highest, is it not?
179Tō vah umaṅg jō ātā hai nā , vah umaṅg sūlī sē kāṇṭā kar dētā hai . 180Achchhā hai , phir bhī himmat achchhī hai .
53Or, is your aim weak, and you think, "It doesn't matter, everything is OK."?
181 ( sabhā sē ) nimitt ātmāō̃ kō dēkhkar K|kē khuśh hōtē hō nā . 182Abhī avyakt varṣh mē̃ har ēk kōī na kōī kamāl karkē dikhāō . 183Sēvā mē̃ kamāl hō rahī hai , vah tō hōnīhai . 184Lēkin personal purūṣhārth mē̃ aisī kamāl dikhāō jō dēkhnē vālē kahē̃ ki-hā̃ , kamāl hai !
54No.
185Dūsrē K|kē mukh sē nikalē ki kamāl hai . 186Sirph yah nahī̃ ki chal tō rahē haĩ , baṛh tō rahē haĩ . 187Lēkin kamāl kyā key|kī ?
55You don't think, "These things happen sometimes."
188Kamāl uskō kahā jātā hai jō asambhav kō kōī sambhav karkē dikhāyē , muśhkil kō sahaj karkē dikhāyē . 189Jō kōī K|kē svapn mē̃ bhī nahī̃ hō vah bāt sākār mē̃ karkē dikhāyē-isakō kahā jātā hai kamāl . 190Samay pramāṇ kamāl hōnā-vah aur bāt hai .
191Vah tō hōnī hī hai , huī paṛī hai . 192Lēkin sva K|kē attention sē kōī aisī kamāl karkē dikhāō .
56You don't think: "These things happen a little; let's carry on as we are.
193Brahmā bāp K|kē 25 varṣh pūrē huē .
57Who finds out about these things anyway?
194Jab kōī bhī utsav manānā hōtā hai , tō jiskā manātē haĩ uskō kōī na kōī dil-pasand gift dī jātī hai . 195Brahmā bāp K|kē dil-pasand kyā hai ? 196Vah tō jāntē hī hō nā . 197Jō svayã kō bhī muśhkil lagtā hō nā , vō aisā sahaj hō jāē jō svayã bhī āp anubhav karō-tab kamāl hai .
58No one sees anyone's mind.
198Ṭhīk hai nā . 199Kyā karē̃gē ?
59We don't put it into action".
200Bāp K|kē dil-pasand karkē dikhāō . 201Kyā-kyā dil-pasand hai-yah tō jāntē hō nā .
60However, the vibrations of the mind cannot remain hidden.
202Bāp kō kyā pasand hai , jāntē hō nā . 203Achchhā ! 204Dēkhē̃gē kaunsī-kaunsī gift dētē haĩ ? 205Jaisē sthūl gift baṛē pyār sē lē ātē hō nā .
61BapDada clearly knows those who simply carry on with this, but He doesn't speak about them.
206Achchhā hai , double vidēśhī apnā bhāgya achchhī tarah sē prāpt kar rahē haĩ . 207Vr̥iddhi kar rahē hō nā .
62Otherwise, Baba could reveal your names, but He is not doing that now.
208Vr̥iddhi karnē vālō̃ kō pahlē tapasyā kē sāth tyāg karnā hī paṛtā hai .
63Those who simply carry on will reach the silver age.
209Vr̥iddhi hōtī hai tō khuśh hōtē hō nā . 210Yā samajhtē hō-hamārē kō kamī paṛ jāyēgī ?
64However, everyone's aim is that of complete purity.
211Achchhā hai , vr̥iddhi achchhī kar rahē hō . 212Yah nahī̃ sōcō-hamārā kam hō rahā hai . 213Baṛh rahā hai . 214Sārī machinery sūkṣhma vatan key|kī hī chal rahī hai .
65If you look at the entire cycle, it is only the deity souls who have a pure body and a pure soul.
215Double vidēśhī bhāī-bahanō̃ K|kē alag-alag group sē avyakt bāpdādā key|kī personal mulākāt
66The souls of the others who come may be pure, but their bodies are not pure.
216Group nã . 1 217Sthūl karma kartē bhī mansā dvārā vāyabēśansa phailānē key|kī sēvā karō
67You souls become so pure in Brahmin life that you make your body and matter pure.
218Sabhī apnē kō sadā viśhva key|kī sarv ātmāō̃ K|kē kalyāṇkārī ātmāyē̃ anubhav kartē hō ? 219Sārā din viśhva-kalyāṇ K|kē kartavya mē̃ busy rahtē hō yā dō-chār ghaṇṭē ? 220Kitnā bhī sthūl kārya hō lēkin sthūl kārya kartē huē bhī mansā dvārā vibrations phailānē key|kī sēvā kar saktē hō . 221Kyōṅki jiskā jō kārya hōtā hai nā , vō kahā̃ bhī hōgā , apnā kārya kabhī bhī nahī̃ bhūlēgā .
68This is why your body as well as the soul are pure.
222Jaisē-kōī businessmen hai tō svapn mē̃ bhī apnā business dēkhēgā . 223Tō āpkā kām hī hai-viśv-kalyāṇ karnā .
69However, who are those souls whose body and soul both become pure?
224Kōī bhī pūchē-āpakā occupation kyā hai ? 225Tō kyā yah kahēṅgē-ṭāipisṭa haĩ yā engineer haĩ yā businessmen haĩ . 226Yah tō huā nimitt-mātra , lēkin sadā smr̥iti viśhva-kalyāṇakārī occupation kī hai . 227Itnā baṛā kārya milā hai jō phursat hī nahī̃ hai aur bātō̃ mē̃ jānē key|kī .
70Have you met them?
228Aisē busy rahtē hō ? 229Man-buddhi busy rahtī hai ?
71Where are those souls?
230Kabhī khālī rahtī hai ?
72You are those souls.
231Agar sadā man-buddhi sē busy haĩ tō māyājīt hō hī gayē .
73Are all of you this or some of you?
232Kyōṅki māyā kō bhī samay chāhiē nā . 233Āpkō samay hī nahī̃ tō māyā kyā karēgī ?
74You are sure that you are those and you are becoming those.
234Busy dēkhkar K|kē ānē vālā svataḥ hī vāpas chalā jātā hai . 235Tō māyājīt hō gayē ? 236Man-buddhi kō free rakhnā mānā māyā kā āhvān karnā .
75Therefore, you are the highest and also the holiest; you are both, are you not?
237Vartamān samay key|kī viśhēṣh māyā hai-vyartha sōchnā , vyarth bōlnā , vyarth samay ganvānā . 238Tō yah māyā kabhī-kabhī ā jātī hai nā . 239Tō iskā matlab free rahtē hō . 240Sabsē baṛē tē baṛē businessmen yā inḍasṭriyalisṭa āp hō .
76How did you become this?
241Kōī kā kitnā bhī baṛā vyāpār hō , dhandhā hō , phaikṭarī hō lēkin vō agar kamāī karēgā tō kitnī karēgā ? 242Ēk din mē̃ ēk krōṛ bhī kamā lē , lēkin āpkī sārē din mē̃ kitnī kamāī hai ? 243 ( anginat ) tō itnē baṛē hō nā . 244Jab kōī busy hōtā hai tō aur kahā̃ buddhi jānē key|kī phursat hī nahī̃ hōtī .
77You became holy by celebrating the very alokik, spiritual Holi.
245Tō āpkā man yā buddhi kahī̃ jā saktē haĩ ? 246Nahī̃ ! 247Tō māyājīt hō gayē nā ! 248Māyā āvē aur uskō bhagāō-abhī vah samay gayā .
78Which Holi have you played through which you became the holiest and the highest?
249Abhī sadā busy rahō . 250Phir kōī complain nahī̃ rahēgī .
79Which is the best and the most elevated colour?
251Sabsē sahaj sādhan yah hai ki busy rahō . 252Issē ēk tō māyājīt ban jāyēṅgē , dūsrā sadā khuśhī mē̃ nāchtē rahē̃gē .
80The most imperishable colour is the colour of the Father's company.
253Kyōṅki prāpti mē̃ khuśhī hōtī hai nā !
81As is the company, so you are coloured.
254Tō aur kyā chāhiē ! 255Khuśhī chāhiē nā !
82Whose company are you coloured by?
256Tō busy rahnē sē kabhī bhī na māyā āyēgī , na khuśhī jāyēgī . 257Bāpdādā kō bachchō̃ kō dēkhkar K|kē khuśhī hōtī hai-phāsṭa jākar K|kē first number āyēṅgē . 258 first ēk hōtā hai yā bahut hōtē haĩ ? 259First ḍivijan mē̃ āyēṅgē .
83By the Father’s, are you not?
260Himmat achchhī hai ॰ isliē extra madad bhī mil rahī hai . 261Aisē anubhav kartē haĩ nā ! 262 ( gōlī key|kī speed sē bhī tēj chal rahē haĩ ) ājkal tō gōlī key|kī speed kuchh nahī̃ hai .
84To whatever extent you are firmly coloured with the Father's company, to that extent you become holy, you become completely pure.
263Rocket tēj chaltā hai . 264Rocket sē bhī tēj .
85Being coloured by the company is easy, is it not?
265Soul ( ātmā ) rūp mē̃ sthit hōnā arthāt tēj hōnā . 266Fast jānā hī hai .
86Stay in the company and you will automatically be coloured.
267Sēvāyē̃ tō bhinn-bhinn rīti sē kar hī rahē hō . 268Lēkin aur bhī thōṛā chhōṭē-chhōṭē programme karkē , jaisē yōg-śivir mē̃ anubhav karātē hō , aisē retreat K|kē programme karnē chāhiē . 269Sabhī jagah anubhav karāō . 270Sirph sun K|kē nahī̃ jāyē , attention yah rakhō-anubhav karkē jāyē .
87There is no need to labour.
271Achchhā ! 272Sabhī kyā yād rakhē̃gē ? 273Kaun hō ?
88Do you know how to stay in the company?
274Chaltē-phirtē apnā yahī occupation yād rakhnā ki maĩ her|har samay viśhva-kalyāṇakārī ātmā hū̃ tō viśhva K|kē kalyāṇ K|kē nimit banū̃ . 275Achchhā !
89Or, do the double foreigners prefer to be alone and know how to feel lonely very quickly?
276Group nã . 2 277Śharīr bhī chalā lāyē lēkin khuśhī nahī̃ jāyē - yah dr̥iṛh pratigyā karō
90Sometimes, there is a complaint that you feel yourself to be alone.
278Sadā apnē kō padmāpadma bhāgyavān anubhav kartē hō ? 279Kyōṅki bāp dvārā varsā milā hai . 280Tō varsē mē̃ kitnē avināśhī khazānē milē haĩ ? 281Jab khazānē avināśhī haĩ tō bhāgya key|kī smr̥iti bhī avināśhī chāhiē .
91Why do you remain alone?
282Avināśhī kā arth|earth kyā hai ? 283Sadā yā kabhī-kabhī ?
92Why do you feel lonely?
284Sadā apnē kō padmāpadma bhāgyavān ātmāyē̃ haĩ-yah smr̥iti mē̃ rakhō aur khazānō̃ kō sadā sāmnē emerge rūp mē̃ rakhō . 285Kitnē khazānē milē haĩ ? 286Agar sadā khazānō̃ kō sāmnē rakhē̃gē tō naśhā vā khuśhī bhī sadā rahēgī aur kabhī bhī kam-jyādā nahī̃ rahēgī , bēhad kī rahēgī . 287Tō khazānē kō baṛhāō bhī aur emerge rūp mē̃ bhī rakhō .
93Is it because you have the habit?
288Baṛhānē kā sādhan kyā hai ? 289Jitnā bāṇṭē̃gē utnā baṛhēgā .
94Brahmin souls cannot be alone for even a second.
290Sadā yah sōchō ki āj K|kē din khazānē kō baṛhāyā yā jitnā thā utnā hī hai ? 291Khazānā jitnā baṛhēgā , tō baṛhnē key|kī niśhānī hai-khuśī baṛhēgī . 292Tō baṛhtē jātē haĩ nā . 293Kyōṅki yah khazānē sadā khuśhī kō baṛhānē vālē haĩ .
95Can they be alone?
294Isliē kabhī bhī khuśhī cum|kam nahī̃ hōnī chāhiē . 295Kitnā bhī baṛā vighna ā jāyē lēkin vighna khuśhī kō cum|kam nā karē . 296Kisī bhī prakār kā vighna khuśhī kō cum|kam tō nahī̃ kartā hai ? 297Bāpdādā nē pahlē bhī kahā hai ki śharīr chalā jāyē lēkin khuśhī nahī̃ jāyē .
96(No).
298Itnī apnē āpsē dr̥iṛh pratigyā kī hai ?
97You should not, but you do.
299Tō sadā yah dr̥iṛh saṅkalp karō ki-khuśī nahī̃ jāyēgī . 300Brāhmaṇ jīvan kā ādhār hī hai khuśhī . 301Agar khuśhī nahī̃ tō brāhmaṇ jīvan nahī̃ .
98BapDada Himself has made you His companions, and so how can you be alone?
302Brāhmaṇ jīvan arthāt khuśh rahnā aur dūsrō̃ kō bhī khuśhī bā̃ṭanā . 303Vartamān samay mē̃ sabhī kō avināśhī khuśhī key|kī āvaśhyaktā hai , khuśhī K|kē bhikhārī haĩ . 304Aur āp dātā K|kē bachchē hō .
305Dātā K|kē bachchō̃ kā kām hai-dēnā . 306Jō bhī sambandh-sampark mē̃ āyē-khuśī bāṇṭtē jāō , dētē jāō . 307Kōī khālī nahī̃ jāyē . 308Itnā bharpūr hō nā !
99Some children say that they have made Baba their Companion but that there isn't always that company.
309Her|har samay dēkhō ki master dātā bankar K|kē kuchh dē rahā hū̃ yā sirph apnē mē̃ hī khuśh haĩ . 310Jis samay jiskō kōī bhī chīj key|kī āvaśhyaktā hōtī hai aur āvaśhyaktā K|kē samay agar kōī vahī chīj uskō dētā hai , tō uskē dil sē duāyē̃ nikaltī haĩ . 311Vō duāyē̃ bhī āpkō sahaj puruṣhārthī bannē mē̃ sahyōgī ban jāyēṅgī . 312Tō āpkā kartavya hai - duāyē̃ dēnā aur duāyē̃ lēnā .
100Why?
313Isī mē̃ busy rahtē hō nā ! 314Sārē viśhva kō iskī āvaśhyaktā hai . 315Tō kitnā kām hai ! 316Yā samajhtē hō ki jahā̃ rahtē haĩ usī dēśh mē dēnā hai ?
101You have made Baba your Companion; that is fine.
317Viśhva kō dēnē vālē dātā hō . 318Viśhva-mahārājan bannā hai nā ! 319Ki status kā rājā bannā hai ? 320Tō viśhva kō dēgē tabhī tō viśhva kā mahārājan banē̃gē nā !
102If all of you were to be asked who your Companion is, you would reply that it is Baba, would you not?
321Apnē dēśh mē̃ rahtē viśhva kō kaisē dēgē ? 322Mansā-sēvā karnī ātī hai ? 323Yā vyarth saṅkalp man mē̃ chaltē haĩ ? 324Jab vyarth saṅkalp man mē̃ hōṅgē tō mansā-sēvā kar sakē̃gē ?
103BapDada saw that sometimes it doesn’t work by you making Baba your Companion, and that you still become lonely.
325Tō sadā mansā-sēvā kartē hō yā kabhī vyarth saṅkalp bhī ā jātē haĩ ? 326Man-buddhi kō itnā busy rakhō jō vyarth saṅkalp āvē hī nahī̃ . 327Āvē aur phir bhagāō - tō time jāyēgā nā ! 328West|waste thought ( vyarth saṅkalp ) āvē hī nahī̃ uskī vidhi hai ki apnē man kō sadā mansā , vāchā aur karmaṇā sēvā mē̃ busy rakhō .
104Then, what method should Baba adopt?
329Her|har rōz key|kī murlī sādhan hai man kō busy rakhnē kā . 330Her|har rōz murlī suntē hō , paṛhtē hō . 331Tō busy rakhtē hō nā . 332Tō west|waste khatm !
105You have made Baba your Companion, but you do not remain combined.
333Kyōṅki abhī sē west|waste kō khatm karē̃gē tō jab final samay āyēgā , tō pās|pass hō sakē̃gē . 334Nahī̃ tō , agar vyarth saṅkalp chalnē kā abhyās hōgā tō samay par pās|pass nahī̃ hō sakē̃gē . 335Tō pass with honour bannē vālē hō nā . 336Yā sirph pās|pass hōnē vālē hō ?
106The combinedform is never separated.
337Achchhā hai , sadā pass with honour bannē kā lakṣhya sāmnē rakhō aur abhyās karō . 338Achchhā ! 339Group nã . 3 340Diltakhtanaśhīn bannē K|kē liyē smr̥iti K|kē tilakdhārī banō
107There is sometimes a friendly quarrel with the Companion and so you become separated.
341Sadā apnē kō bāp K|kē diltakhtanaśhīn ātmāyē̃ anubhav kartē hō ? 342Aisā takht sārē kalp mē̃ ab ēk bār hī miltā hai aur kōī samay nahī̃ miltā . 343Jō śhrēṣhṭh bāt hō aur milē bhī ēk hī bār-tō us takht kō kabhī bhī chhōṛnā nahī̃ chāhiē . 344Jō bāp K|kē dil takhtnaśhīn hōṅgē , sadā hōṅgē-tō takhtnaśhīn key|kī niśhānī kyā hai ?
108Sometimes, things happen and you separate yourself from the Father.
345Takht par baiṭhnē sē kyā hōtā hai ? 346Takht par baiṭhnē sē apnē kō bēphikr bādśhāh anubhav karē̃gē .
109You have made Baba your Companion, so experience the Companion in the combinedform.
347Tō sadā bēphikr rahtē hō yā kabhī thōṛā-thōṛā phikra ā jātā hai-cāhē apnā , chāhē sēvā kā , chāhē dūsrō̃ kā ? 348Tō sadā diltakhta par baiṭhnē vālī ātmā naśhē mē̃ bhī rahtī aur naśhā rahnē K|kē kāraṇ svataḥ hī bēphikr rahtī . 349Kyōṅki is takht mē̃ yah viśhēṣhtā hai ki jab tak jō takhtnaśhīn hōgā vah sab bātō̃ mē̃ bēphikr hōgā . 350Jaisē ājkal bhī kōī-kōī sthān kō viśhēṣh kōī na kōī navīntā , viśhēṣhtā milī huī hai .
110You cannot be separated.
351Tō diltakhta key|kī yah viśhēṣhtā hai-phikra ā nahī̃ saktā . 352Tō nīchē kyō̃ ātē jō phikra hō ?
111"No one has the power to separate me from the combinedform."
353Kām karnē kē liē nīchē ānā paṛtā hai ! 354Diltakhta kō yah bhī vardān milā huā hai ki kōī bhī kārya kartē bhī diltakhtanaśhīn ban saktē . 355Phir sadā kyō̃ nahī̃ rahtē ? 356Aur kōī attraction ( ākarṣhaṇ ) hai ?
112Put this experience into your awareness again and again and become an embodiment of it.
357Hai nahī̃ lēkin hō jātī hai . 358Kabhī bhī kōī bhī bāt sāmnē āyē tō phauran diltakhtanaśhīn ban jāō tō kōī bhī bāt apnī taraph khīñchēgī nahī̃ . 359Baiṭhnē key|kī practice hai yā kabhī-kabhī practice bhūl jātī hai ? 360Takhtnaśhīn bannē kē liē tilakdhārī bhī bannā paṛē .
113Check again and again: "Am I combined?
361Tilak kaunsā hai ? 362Smr̥iti kā . 363Tilak hai tō takhtnaśhīn bhī haĩ , tilak nahī̃ tō takht nahī̃ .
114I haven't set myself aside, have I?"
364Avināśhī tilak lagā huā hai ? 365Yā kabhī miṭtā hai , kabhī lagtā hai ? 366Avināśhī tilak hai nā ! 367Smr̥iti kā tilak lagā aur takhtnaśhīn hō sadā svayã bhī naśhē mē̃ rahē̃gē aur dūsrō̃ kō bhī naśhē key|kī smr̥iti dilāyēṅgē .
115The more you increase the experience of the combinedform, the more you will experience Brahmin life to be very loving and a life of entertainment.
368Tilak lagānā muśhkil hai ki sahaj hai ? 369Sadā easy hai nā ! 370 sadā śhabda mē̃ muskurātē haĩ .
116So you have come to celebrate such a Holi, have you not?
371Agar bāpdādā pūchhē ki 21 janmō̃ mē̃ kabhī rājya-adhikārī banō kabhī prajā banō , rājya-adhikārī nahī̃ banō-mañjūr hai ?
117Or, will you simply celebrate Holi with colours and then say Holi is over?
372Nahī̃ ! 373Tō abhī chance hai . 374Kyōṅki bhaviṣhya kā ādhār vartamān par hai . 375Agar abhī sadā takhtnaśhīn haĩ tō vahā̃ bhī sadā rājya-adhikārī banē̃gē .
118Always remember: We have to become the holiest and the highest easily with the colour of the company.
376Tō sadā śhabda kō anḍaralāīn karō .
119It is not difficult; it is easy.
377Bachchō̃ kō kabhī bhī bāp kā varsā bhūltā hai kyā ! 378Tō yah diltakhta bhī bāp kā varsā hai , tō varsā tō sadā sāth rahēgā nā !
120The company of God never gives the experience of anything being very difficult.
379Kyā yād rakhē̃gē ? 380Kaun hō ? 381Bēphikr bādśhāh . 382Bār-bār smr̥iti kō emerge kartē rahnā .
121BapDada also does not like the children to experience labour or difficulty.
383Sadā yah naśhā rahē ki ham sādhāraṇ ātmā nahī̃ haĩ lēkin viśhēṣh ātmāyē̃ haĩ . 384Āp jaisī viśhēṣh ātmāyē̃ sārē viśhva mē̃ bahut thōṛī haĩ .
122You are master almighty authorities and you are in the combinedform with the Almighty Authority.
385Thōṛō̃ mē̃ āp hō-isī khuśhī mē̃ sadā rahō . 386Achchhā ! 387Group nã . 4
123So how can there be difficulty?
388Muśhkil kā kāraṇ apnī kamjōrī hai , isliyē master sarvśhaktivān banō 389Sabhī apnē kō sahajyōgī anubhav kartē hō ? 390Jō sahaj bāt hōtī hai vō sadā sahaj hōtī hai . 391Yā kabhī-kabhī muśhkil hōtī hai ?
124There is definitely the experience of difficulty when there is carelessness, laziness or when the sanskars of the old past life emerge.
392Yōg muśhkil hai yā āp muśhkil kar dētē hō ? 393Tō muśhkil kyō̃ kartē hō ? 394Achchhā lagtā hai muśhkil ?
125Since you have died alive, the old sanskars have also died.
395Jab apnē mē̃ kōī na kōī kamjōrī lātē hō , tō muśhkil hō jātā hai .
126The old sanskars cannot emerge.
396Kamjōrī muśhkil banāyēgī .
127Forget them completely.
397Tō kamjōrī ānē kyō̃ dētē hō ?
128They belong to the old life.
398Bachchē kiskē hō ? 399Tō bāp kamjōr hai ?
129They do not belong to Brahmin life.
400Tō āp kyō̃ kamjōr hō ? 401Āp apnē kō master sarvśhaktivān kahlātē hō yā master kamjōr ? 402Master sarv-śhaktivān ! 403Phir kamjōr kyō̃ ?
130Since the old birth has finished and you have taken a new birth, new birth means new sanskars.
404Agar kamjōrī ā jātī hai , chāhtē nahī̃ hō lēkin ā jātī hai-tō ānē-jānē kā kāraṇ kyā hai ? 405Checking ṭhīk nahī̃ hai . 406Chaltē-chaltē kahā̃ na kahā̃ kisī bāt mē̃ albēlāpan ā jātā hai , tab kamjōrī ā jātī hai .
131If Maya makes the old sanskars emerge, then look at it like this: if someone were to give you something belonging to someone else, what would you do?
407Tō sadā attention rakhō ki kahā̃ bhī , kabhī bhī albēlāpan nahī̃ hō . 408Albēlāpan anēk prakār sē ātā hai . 409Sabsē royal rūp albēlēpan kā hai purūṣhārth kar rahē haĩ , hō jāyēgā , samay par jarūr karkē hī dikhāyēṅgē . 410Purūṣhārth kartē haĩ lēkin samay par ādhār rakhtē haĩ , svayã par ādhār nahī̃ rakhtē tō-alabēlē hō jātē haĩ .
132Would you keep it?
411Tō āp kaun hō ?
133Would you accept it?
412Albēlē hō yā tīvr puruṣhārthī ? 413Sadaiv yah smr̥iti mē̃ rahē ki her|har samay ever ready rahnā hai .
134You would think, "This is not mine, this belongs to someone else, I cannot accept it."
414Kisī bhī samay kōī bhī paristhiti ā jāyē lēkin ham sadā ever ready rahē̃gē . 415Kal bhī vināśh hō jāyē tō taiyār hō ? 416Sampann huē hō ? 417Nahī̃ .
135In the same way, if Maya comes to you in the form of making your old sanskars emerge, then they are not your things.
418Tō ever ready kaisē ? 419Kyōṅki brāhmaṇ jīvan kā lakṣhya hai sampūrṇ bannā . 420Ever ready arthāt sampūrṇ . 421Tō kitnā time chāhiē ?
136Just think: "This is not mine, this belongs to someone else."
422Tō ever ready tō hō nā . 423Agar ever ready hōṅgē tō ṭāim-kānsēs ( T i m e - C o n s c i o u s ) nahī̃ hōṅgē .
137You cannot consider an old thing to be yours even in your thoughts.
424Bāp K|kē ban gayē , tō sivāē bāp K|kē aur kōī hai kyā ?
138Can you consider it to be yours?
425Tō kyā taiyār hōnā hai ?
139Think about it!
426Ēk bāp , dūsrā na kōī-yah tō taiyārī hai nā . 427Vō tō hō hī . 428Phir kyō̃ kahtē hō - ēk sāl chāhiē , dō sāl chāhiē .
140Something that belongs to someone else will definitely deceive you; it will give you sorrow.
429Jab ēk hī hai tō ēk K|kē taraph manmanābhav hō gayē nā . 430Tō ever ready hō nā . 431Kōī mēhnat nahī̃ .
141Think about it and leave anything foreign that very second.
432Anēkō̃ kō yād karnā muśhkil hōtā hai , ēk kō yād karnā tō sahaj hai .
142Throw it away, that is, remove it from the intellect.
433Jab ēk bāp K|kē taraph buddhi lag gaī tō bākī kyā karnā hai ! 434Yahī tō purūṣhārth hai . 435Kyā muśhkil hai !
143Don't keep that which is not yours in the intellect otherwise you will continue to be distressed.
436Jab hai hī bāp yād , tō bāp kī yād mē̃ māyā tō kuchh nahī̃ kar saktī . 437Ā saktī hai kyā māyā ? 438Ever ready hōkar K|kē sēvā karē̃gē tō sēvā mē̃ bhī aur sahyōg milēgā , sahaj hōtī jāyēgī , saphaltā milēgī . 439Tō sadā yē smr̥iti mē̃ rakhō ki-hai hī ēk bāp , dūsrā kuchh hai hī nahī̃ .
144Always think about what Baba has given in Brahmin life.
440Agar one bāp hai tō win jarūr hai . 441Sahaj yōgī hō nā . 442Master sarvaś-ktivān kē āgē māyā key|kī himmat nahī̃ jō war|vār kar sakē . 443Aur hī māyā surrender hōgī , war|vār nahī̃ karēgī .
145What is Brahmin life, that is, what are my original nature, sanskars, attitude, drishti and awareness?
444Jab sarvśhaktivān bāp sāth hai tō sadā hī jahā̃ bāp hai vahā̃ vijay hai hī hai .
146These are original, and others are foreign.
445Kalp-kalp K|kē vijayī haĩ , abhī bhī haĩ aur sadā rahē̃gē . 446Yē smr̥iti hai nā .
147Do you like foreign goods or do you like goods of your own?
447Kitnī bār vijayī banē hō ? 448Tō anēk bār kiyā huā kārya phir sē karnā , usmē̃ kyā muśhkil hai !
148Those are Ravan's goods and these are the Father's goods.
449Naī bāt tō nahī̃ hai nā .
149Which do you prefer?
450Tō naśhē sē kahō ki ham sahaj yōgī nahī̃ hōṅgē tō kaun hōgā ! 451Aisā naśhā hai ? 452Sabhī K|kē mastak par śhrēṣhṭh bhāgya key|kī lakīr nūndhī huī hai .
150Do not have these thoughts even by mistake, "What can I do?
453Kyōṅki bhāgyavidhātā K|kē bachchē haĩ . 454Tō jiskā bāp bhāgyavidhātā hai , uskā kitnā baṛā bhāgya hai ! 455Tō sadā apnē śhrēṣhṭh bhāgya key|kī lakīr kō dēkh harṣhit rahtē hō aur sadā rahtē rahnā . 456Yē bhāgya key|kī lakīr sirph ēk janm kē liē nahī̃ hai lēkin anēk janm yē bhāgya sāth rahēgā .
151My nature is like that.
457Bhāgya āpkē sāth jāyēgā nā . 458Guarantee hai nā . 459Duniyā vālē kahtē haĩ-hāth khālī āyē , hāth khālī jāyēṅgē . 460Lēkin āp kahtē hō - ham bhāgyavidhātā K|kē bachchē bharkar jāyēṅgē , khālī nahī̃ jāyēṅgē .
152My sanskars are such.
461Yē niśhchay hai nā . 462Bhāgya kā anubhav kartē hō nā . 463Sabhī anubhavī haĩ . 464Tō isī anubhav kō sadā āgē baṛhātē rahō .
153What can I do because it is very difficult to erase sanskars?"
465Smr̥iti rakhnā mānā baṛhānā .
154They are not yours.
466Bāpdādā har ēk bachchē K|kē bhāgya kō dēkh harṣhit hō rahē haĩ . 467Kyōṅki āp brāhmaṇ ātmāō̃ K|kē śhrēṣhṭh bhāgya sē ūñchā bhāgya kiskā hai hī nahī̃ . 468Abhī kyā navīntā karē̃gē ? 469Navīntā hai ki cum|kam samay mē̃ jyādā sēvā kar saphaltā prāpt hōnā .
155Why do you say "mine"?
470Uskē liyē kyā karē̃gē ?
156They are not "mine".
471Aisī ātmāō̃ kō nimitt banāō jō ēk K|kē āvāj sē anēk sahaj bāp K|kē samīp ā jāyē̃ .
157You say "mine" to that which belongs to Ravan.
472Bāpdādā nē kahā nā-abhī mike taiyār karō jinkā āvāj buland hō . 473Achchhā ! 474Group nã . 5 475 sampūrṇ pavitratā hī brāhmaṇ jīvan key|kī personality hai
158Because you make them yours, the sanskars think that you have accepted them, so you are very hospitable to them.
476Saṅgamyug kō kaunsā viśhēṣh vardān milā huā hai ? 477Saṅgamyug kō viśhēṣh vardān hai sahaj prāpti kā . 478Mēhnat cum|kam aur saphaltā jyādā . 479Isliē āpkē yōg kā nām bhī hai sahajyōg .
159Let your original sanskars and original nature emerge and the others will then automatically get merged.
480Jitnī prāpti kar rahē hō uskē antar mē̃ mēhnat kyā key|kī !
160Do you know what you have to do?
481Binā mēhnat K|kē sadākāl kē liē sarv prāpti karnē K|kē adhikārī ban gayē .
161You have come to celebrate such a Holi, have you not?
482Sabsē baṛē tē baṛī prāpti-bāp milā , sab-kuchh milā ! 483Tō bāp sahaj milā yā muśhkil milā ? 484Ghar baiṭhē milā nā ! 485Kōī kharchā kiyā ?
162People would say that Holi is for one day; the next day Holi is over.
486Kharcha karnē key|kī bhī mēhnat nahī̃ karnī paṛtī . 487Āp lōgō̃ nē ādhā kalp mēhnat key|kī lēkin mēhnat sē bāp nahī̃ milā . 488Bāp kō ḍhūṇṛhanē key|kī kōśhiśh key|kī lēkin binā parichay ḍhūṇṛh nahī̃ sakē aur bāp nē sahaj hī ḍhūṇṛh liyā nā . 489Chāhē kitnē bhī dūr chalē gayē lēkin bāp nē ḍhūṇṛh liyā .
163What would you say?
490Saṅgamyug kō viśhēṣh vardān hai hī sahaj prāpti kā . 491Yād karnā muśhkil lagtā hai yā sahaj lagtā hai ?
164You say: We are constantly celebrating Holi with the colour of the company and have become holy.
492Tō jō sahaj hōtā hai vō svataḥ hī nirantar hōtā hai . 493Tō nirantar sahajyōgī hō nā .
165By continually celebrating Holi, we have become holy.
494Jab bāp sāth hai aur bāp sē pyār hai , tō jissē pyār hōtā hai uskā sāth chhōṛā jātā hai kyā ? 495Tō sāth kyō̃ chhōṛtē hō ?
166Have you already celebrated Holi, or have you yet to celebrate it?
496Tō sadā sāth rahnā hai . 497Sadā sāth rahnē sē māyājīt bhī sadā sahaj hōṅgē . 498Vāydā kyā kartē hō ki-kabhī āpkō nahī̃ chhōṛē̃gē , kabhī nahī̃ bhūlē̃gē . 499Tō phir kyō̃ chhōṛtē hō ?
167Ever since you became Brahmins, you have been celebrating Holi because the time of the confluence age is the time of constant festivity.
500Tō jō vāydā kiyā hai uskō sadā smr̥iti mē̃ rakhō . 501Kyōṅki ḍrāmānusār samay bhī vardānī milā hai . 502Tō samay bhī sahyōgī hai . 503Bāpdādā ātē hī haĩ sab sahaj karnē .
168People of the world spend extra money and celebrate with pleasure but you celebrate every second with pleasure.
504Tō jō bhī kadam uṭhātē hō , her|har kadam mē̃ sahaj kā anubhav karanā-yahī brāhmaṇ jīvan hai . 505Kyōṅki bāp sarv prāptiyō̃ K|kē bhaṇḍārē bharpūr kar dētē haĩ . 506Tō jahā̃ prāptiyō̃ kā bhaṇḍārā bharpūr hai , vahā̃ kōī bāt muśhkil nahī̃ hai . 507Sarv śhaktiyō̃ kā bhaṇḍār bharpūr hai ?
169You sing and dance at every second.
508Jō knowledgeful hai uskē sarv khazānō̃ sē bhaṇḍārē full haĩ . 509Agar kōī kamī hai-cāhē śhaktiyō̃ mē̃ , chāhē guṇō̃ mē̃ , kisī bhī khazānē mē̃ kamī hai tō knowledge key|kī kamī hai . 510Tō bāp samān bannā hai nā . 511Tō check karō ki kis khazānē key|kī kamī hai aur uskō bhartē jāō .
170You constantly dance in happiness.
512Achchhā ! 513Sabhī nē hōlī|holy manāī ki abhī manānī hai ? 514Hōlī|holy manānā arthāt hōlī|holy bannā .
171Or do you only dance when there is a cultural programme?
515Brāhmaṇ jīvan key|kī viśhēṣhtā hī hai hōlī|holy arthāt pavitra . 516Pavitratā key|kī viśhēṣhtā sē hī abhī bhī mahān hō aur sadā hī mahān rahē̃gē . 517Purity sahaj lagtī hai yā muśhkil lagtī hai ? 518Tō pavitratā dhārṇā kar lī yā pavitratā dhāraṇ karnē mē̃ abhī time chāhiē ?
172You are constantly dancing, are you not?
519Sab vikār chalē gayē ? 520Yā thōṛā aṅśh rah gayā hai ? 521Pāṇḍavō̃ kō kabhī krōdh ātā hai ?
173Constantly sing songs of the Father’s praise and of your attainments.
522Mātāō̃ kō mōh ātā hai ?
174Does everyone know how to sing?
523Sampūrṇ pavitra arthāt apavitratā kā anśh-mātra bhī na hō . 524Kyōṅki jitnī pavitratā hai utnī brāhmaṇ jīvan key|kī personality hai . 525Agar pavitratā cum|kam tō personality cum|kam . 526Yē purity key|kī personality sēvā mē̃ bhī sahaj saphaltā dilāyēgī .
175All of you can sing.
527Kōī bhī personality kā prabhāv paṛtā hai nā .
176All of you can dance and you can do this constantly.
528Tō sabsē baṛē tē baṛī personality hai purity key|kī .
177Is singing and dancing difficult?
529Agar ēk vikār bhī anśh-mātra hai tō dūsrē sāthī bhī uskē sāth jarūr hōṅgē . 530Jaisē āp lōg dūsrō̃ kō kahtē hō ki-jahā̃ pavitratā hai vahā̃ sukh-śhānti hai , agar pavitratā nahī̃ tō sukh-śhānti nahī̃ . 531Jaisē pavitratā kā sukh-śhānti sē gahrā sambandh hai , aisē apavitratā kā bhī pāñch vikārō̃ sē gahrā sambandh hai . 532Isliē kōī bhī vikār kā anśh-mātra bhī na rahē .
178It is easy.
533Iskō kahā jātā hai pavitratā . 534Tō aisā hī lakṣhya hai nā .
179So constantly experience it to be easy and become complete.
535Yā thōṛā-thōṛā rah gayā hō tō kōī bāt nahī̃ ?
180Never think," I don't know if I will become complete or not."
536Tō sadā lakṣhya kō sāmnē rakh lakṣhya pramāṇ lakṣhaṇ dhāraṇ kartē uṛtē chalō .
181Never allow this weak thought to come.
537Jab sabhī kahtē hō - number one ānā hai ; kōī two|to|too number nahī̃ kahtē . 538Tō kis ādhār sē number one banē̃gē ? 539Pavitratā K|kē ādhār sē nā .
182Always think: "I have become this many times before and I have to become this again."
540Tō number-one pure banō . 541Achchhā ! 542Bāpdādā nē sabhī bachchō̃ kō vidāī K|kē samay hōlī|holy key|kī mubārak dī|the 543Chārō̃ ōr K|kē hōlī|holy hansō̃ kō hōlī|holy K|kē utsav key|kī umaṅg-utsāh bharī yād ; pyār .
183Achcha.
544Sabhī bachchō̃ K|kē rūhānī hōlī|holy manānē key|kī , khuśhī K|kē umaṅg-utsāh key|kī saṅkalpō̃ dvārā , patrō̃ dvārā , card dvārā , khilaunō̃ dvārā yād ; pyār milī . 545Rūhānī bachchō̃ key|kī saṅgamyug par sadā hōlī|holy rahnē key|kī hōlī|holy hai . 546Phir bhī , saṅgam hai hī suhēj ( mauj ) manānē kā yug . 547Isliē viśhēṣh sadā bāp K|kē saṅg rahnē key|kī , sadā sampūrṇ hōlī|holy bannē key|kī aur sadā bītī kō bītī karnē vālī hōlī|holy key|kī sabhī kō bahut-bahut mubārak hō !
184To the elevated souls who constantly celebrate the Holi of the colour of the company of God, to the elevated souls who constantly play the highest part in the cycle of the world, to the holiest souls who are the most elevated of all souls, to the multimillion times fortunate souls who constantly remain combined, to the Brahmin souls who constantly make the difficulties of others easy, to the souls who are experienced in the flying stage of their new birth, new nature and sanskars, new zeal and enthusiasm, BapDada's love remembrance and namaste.
548Mubārak hō ! 549Mubārak hō !
185* * * O MS H A N T I * * *