गुरुवार 25 नवंबर 1993 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0>
125-11-93 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban 2Sahaj siddhi prāpt karnē kē liē gyān svarūp prayōgī ātmā banō 3Yōg K|kē prayōg key|kī vidhi sikhānē vālē gyān dātā bāp apnē gyānī tū ātmā bachchō̃ prati bōlē - 4Āj gyān dātā vardātā apnē gyānī tū ātmā , yōgī tū ātmā bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .
0> > 25-11-93 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
5Har ēk bachchā gyān svarūp aur yōgyukt kahā̃ tak banā hai ? 6Gyān sunnē aur sunānē kē nimitt banē haĩ vā gyān svarūp banē haĩ ? 7Samay pramāṇ yōg lagānē vālē banē haĩ vā sadā yōgī jīvan arthāt her|har karma mē̃ yōgyukt , yuktiyukt , svataḥ vā sadā K|kē yōgī banē haĩ ? 8Kisī bhī brāhmaṇ ātmā sē kōī bhī pūchhē̃gē ki gyānī aur yōgī haĩ tō kyā kahē̃gē ?
1In order to attain success easily, become an embodiment of knowledge who experiments with knowledge.
9Sabhī gyānī aur yōgī haĩ nā ? 10Gyān svarūp bannā arthāt her|har saṅkalp , bōl aur karma samarth hōgā . 11Vyarth samāpt hōgā .
2Today, the Bestower of Blessings and the Bestower of Knowledge is seeing His children who are gyani and yogi souls.
12Kyōṅki jahā̃ samarth hai vahā̃ vyarth hō nahī̃ saktā . 13Jaisē prakāśh aur andhiyārā sāth-sāth nahī̃ hōtā .
3To what extent has each child become an embodiment of knowledge and yogyukt?
14Tō gyān prakāśh hai , vyarth andhkār hai . 15Vartamān samay vyarth kō samāpt karnē kā attention rakhnā hai .
4Have you just become instruments to listen to and speak of knowledge?
16Sabsē mukhya bāt saṅkalp rūpī bīj kō samarth banānā hai . 17Agar saṅkalp rūpī bīj samarth hai tō vāṇī , karma , sambandh sahaj hī samarth hō hī jātā hai . 18Tō gyān svarūp arthāt her|har samay , her|har saṅkalp , her|har second samarth . 19Yōgī tū ātmā sabhī banē hō lēkin her|har saṅkalp svataḥ yōgyukt , yuktiyukt hō , ismē̃ number-vār haĩ .
5Or, have you become embodiments of knowledge?
20Kyō̃ number banē ? 21Jab vidhātā bhī ēk hai , vidhi bhī ēk hai phir number kyō̃ ? 22Bāpdādā nē dēkhā yōgī tō banē haĩ lēkin prayōgī cum|kam bantē haĩ .
6Have you become those who have yoga according to the time, or do you constantly have a yogi life, that is, are you naturally and constantly yogyukt and yuktiyukt in every action and are constant yogis?
23Yōg karnē aur karānē dōnō̃ mē̃ sabhī hōśhiyār haĩ . 24Aisā kōī hai jō kahē ki yōg karānā nahī̃ ātā ?
7When anyone asks a Brahmin soul whether he is gyani and yogi, what would he reply?
25Jaisē yōg karnē-karānē mē̃ yōgya hō , aisē hī prayōg karnē mē̃ yōgya bannā aur banānā-isakō kahā jātā hai yōgī jīvan arthāt yōgyukt jīvan . 26Abhī prayōgī jīvan key|kī āvaśhyaktā hai . 27Jō yōg key|kī paribhāṣhā jāntē hō , varṇan kartē hō vō sabhī viśhēṣhatāyē̃ prayōg mē̃ ātī haĩ ? 28Sabsē pahlē apnē āpmē̃ yah check karō ki apnē saṅskār parivartan mē̃ kahā̃ tak prayōgī banē hō ?
8All of you are gyani and yogi souls, are you not?
29Kyōṅki āp sabkē śhrēṣhṭh saṅskār hī śhrēṣhṭh saṅsār K|kē rachnā key|kī nīṃv haĩ .
9To be an embodiment of knowledge means that every thought, word and deed will be powerful.
30Agar nīṃv majbūt hai tō anya sabhī bātē̃ svataḥ majbūt huī hī paṛī haĩ . 31Tō yah dēkhō ki saṅskār samay par kahā̃ dhōkhā tō nahī̃ dētē haĩ ?
10Anything wasteful will be finished because, wherever there is something powerful, there cannot be anything wasteful.
32Śhrēṣhṭh saṅskār kō parivartan karnē vālē kaisē bhī vyakti hō , vastu hō , paristhiti hō , yōg K|kē prayōg karnē vālī ātmā kō śhrēṣhṭh sē sādhāraṇtā mē̃ hilā nahī̃ saktē . 33Aisē nahī̃ ki bāt hī aisī thī , vyakti hī aisā thā vā vāyumaṇḍal aisā thā isliyē śhrēṣhṭh saṅskār kō parivartan kar sādhāraṇ vā vyarth banā diyā , tō kyā iskō prayōgī ātmā kahē̃gē ? 34Agar samay par yōg key|kī śhaktiyō̃ kā prayōg nahī̃ huā tō iskō kyā kahā jāyēgā ? 35Tō pahlē is foundation kō dēkhō ki kahā̃ tak samay par prayōgī banē haĩ ?
11Just as light and darkness cannot exist together, so knowledge is light and anything wasteful is darkness.
36Agar sva K|kē saṅskār parivartak nahī̃ banē haĩ tō nayē saṅsār parivartak kaisē banē̃gē ? 37Prayōgī ātmā key|kī pahlī niśhānī hai-sãskār kē ūpar sadā prayōg mē̃ vijayī . 38Dūsrī niśānī-prakr̥ti dvārā ānē vālī paristhitiyō̃ par yōg K|kē prayōg dvārā vijayī . 39Samay prati samay prakr̥iti key|kī halchal bhī yōgī ātmā kō apnē taraph ākarṣitakaratī hai .
12At present, you have to pay attention to finish the wasteful.
40Aisē samay par yōg key|kī vidhi prayōg mē̃ ātī hai ?
13The main thing is to make the seed of thoughts powerful.
41Kabhī yōgī purūṣh kō vā purūṣhōttam ātmā kō prakr̥iti prabhāvit tō nahī̃ kartī ? 42Kyōṅki brāhmaṇ ātmāyē̃ purūṣhōttam ātmāyē̃ hō .
14If the seed of your thoughts is powerful, then your words, actions and relationships easily become powerful.
43Prakr̥iti purūṣhōttam ātmāō̃ key|kī dāsī hai . 44Mālik , dāsī K|kē prabhāv mē̃ ā jāyē-isakō kyā kahē̃gē ?
15So to be an embodiment of knowledge means that your every moment, every thought and every second are powerful.
45Ājkal purūṣhōttam ātmāō̃ kō prakr̥iti sādhanō̃ aur salvation K|kē rūp mē̃ prabhāvit kartī hai . 46Sādhan vā salvation K|kē ādhār par yōgī jīvan hai .
16All of you have become yogi souls, but for every thought to be naturally yogyukt and yuktiyukt it is numberwise.
47Sādhan vā salvation cum|kam tō yōgyukt bhī kam-isakō kahā jātā hai prabhāvit hōnā . 48Yōgī vā prayōgī ātmā key|kī sādhnā kē āgē sādhan svataḥ hī svayã ātē haĩ . 49Sādhan sādhnā kā ādhār nahī̃ hō lēkin sādhnā sādhanō̃ kō svataḥ ādhār banāyēgī . 50Iskō kahā jātā hai prayōgī ātmā-tō check karō-sãskār parivartan vijayī aur prakr̥iti K|kē prabhāv K|kē vijayī kahā̃ tak banē haĩ ?
17Why is there a number?
51Tīsrī niśhānī hai-vikārō̃ par vijayī . 52Yōgī vā prayōgī ātmā kē āgē yē pāñch vikār , jō dūsrō̃ K|kē liyē jahrīlē sāmp hai lēkin āp yōgī-prayōgī ātmāō̃ K|kē liyē yē sāmp galē key|kī mālā ban jātē haĩ . 53Āp brāhmaṇō̃ K|kē aur brahmā bāp K|kē aśharīrī tapasvī śhaṅkar svarūp kā yādgār abhī bhī bhakta lōg pūjtē aur gātē rahtē haĩ . 54Dūsrā yādagār-yē sāmp āpkē adhīn aisē ban jātē jō āpkē khuśhī mē̃ nāchnē key|kī stage ban jātē haĩ .
18Since the Bestower is one and the method is the same, why is there a number?
55Jab vijayī ban jātē haĩ tō kyā anubhav kartē haĩ ? 56Kyā sthiti hōtī hai ? 57Khuśhī mē̃ nāchtē rahtē haĩ nā .
19BapDada saw that all of you have become yogis, but you experiment to a lesser extent.
58Tō yah sthiti stage K|kē rūp mē̃ dikhāī hai . 59Sthiti kō bhī stage kahā jātā hai .
20All of you are clever in having yoga and conducting yoga.
60Aisē vikārō̃ par vijay hō-isakō kahā jātā hai prayōgī . 61Tō yah check karō-kahā̃ tak prayōgī banē haĩ ?
21Would any of you say that you don't know how to conduct yoga?
62Agar yōg kā samay par prayōg nahī̃ , yōg key|kī vidhi sē samay par siddhi nahī̃ tō yathārth vidhi kahē̃gē ? 63Samay apnī tīvr gati samay prati samay dikhā rahā hai .
22Just as you are capable of having yoga and conducting yoga, in the same way, you have to become and make others just as worthy in experimenting.
64Anēktā , adharm , tamōpradhāntā her|har kṣhētra mē̃ tīvr gati sē baṛhtā jā rahā hai . 65Aisē samay par āpkē yōg K|kē vidhi key|kī vr̥iddhi vā vidhi K|kē siddhi mē̃ vr̥iddhi tīvr gati sē hōnā āvaśhyak hai . 66Number āgē baṛhnē kā ādhār hai-prayōgī bannē key|kī sahaj vidhi . 67Tō bāpdādā nē kyā dēkhā-samay par prayōg karnē mē̃ tīvr gati K|kē bajāy sādhāraṇ gati hai .
23This is known as a yogi life, a yogyukt life.
68Abhī iskō baṛhāō . 69Tō kyā hōgā-siddhi svarūp anubhav kartē jāyēṅgē .
24So, there is now a need for a life of this experimenting.
70Āpkē jaṛ chitrō̃ dvārā siddhi prāpt karnē kā anubhav kartē rahtē haĩ .
25Do you experiment with all the specialities you know of and speak of as a definition of yoga?
71Chaitanya mē̃ siddhi svarūp banē hō tab yah yādgār chalā ā rahā hai . 72Riddhi-siddhi vālē nahī̃ , vidhi sē siddhi .
26First of all, check yourself to see to what extent you have become one who experiments with transforming your sanskars.
73Tō samjhā kyā karnā hai ? 74Hai sab kuchh lēkin samay par prayōg karnā aur prayōg saphal hōnā iskō kahā jātā hai gyān svarūp ātmā .
27The elevated sanskars of all of you is the foundation of the creation of the elevated world.
75Aisē gyān svarūp ātmāyē̃ ati samīp aur ati priya haĩ . 76Achchhā !
28If the foundation is strong, then everything else is automatically guaranteed to be strong.
77Sadā yōg key|kī vidhi dvārā śhrēṣhṭh siddhi kō anubhav karnē vālē , sadā sādhāraṇ saṅskār kō śhrēṣhṭh saṅskār mē̃ parivartan karnē vālē , saṅskār parivartak ātmāō̃ kō , sadā prakr̥iti jīt , vikārō̃ par jīt prāpt karnē vālē vijayī ātmāō̃ kō , sadā prayōg K|kē gati kō tīvr anubhav karnē vālē gyān svarūp , yōgyukt yōgī ātmāō̃ kō bāpdādā kā yād-pyār aur namastē . 78 ( 24 November kō dō kumāriyō̃ K|kē samarpaṇ samārōh kē bād rātri 10 bajē dādī all-rounder nē apnā purānā chōlā chhōṛ bāpdādā key|kī gōd lī , 25 tārīkh dōpahar mē̃ unkā antim saṅskār kiyā gayā , sāyaṅkāl murlī K|kē paścāt dādiyō̃ sē mulākāt kartē samay bāpdādā nē jō mahāvākya uchchārē vah is prakār haĩ ) : 79Khēl mē̃ bhinn-bhinn khēl dēkhtē rahtē hō . 80Sākṣhī hō khēl dēkhnē mē̃ majā ātā hai nā .
29So check and see whether your sanskars are not deceiving you at a time of need.
81Chāhē kōī utsav hō , chāhē kōī śharīr chōṛē-dōnō̃ hī kyā lagtā hai ? 82Khēl mē̃ khēl lagtā hai . 83Aur lagtā bhī aisē hī hai nā jaisē khēl hōtā hai aur samay pramāṇ samāpt hō jātā hai . 84Aisē hī jō huā sahaj samāpt huā tō khēl hī lagtā hai .
30No matter how much someone, something or any situation tries to transform the elevated sanskars of a soul, for a soul who experiments with yoga, nothing can shake that soul and make him ordinary from elevated.
85Her|har ātmā kā apnā-apnā part hai . 86Sarv ātmāō̃ key|kī śhubh bhāvnā , anēk ātmāō̃ key|kī śhubh bhāvnā prāpt hōnā-yah bhī her|har ātmā K|kē bhāgya key|kī siddhi hai .
31It should not be: The situation was like this, that person was like that, or, the atmosphere was like that, which was why your elevated sanskars changed and became ordinary or wasteful.
87Tō jō bhī huā , kyā dēkhā ? 88Khēl dēkhā yā mr̥ityu dēkhā ?
32Would you call such a soul one who experiments?
89Ēk taraph vahī̃ alaukik svayamvar dēkhā aur dūsrē taraph chōlā badalnē kā khēl dēkhā . 90Lēkin dōnō̃ kyā lagē ?
33If you are not able to use the power of yoga at the right time, what would you call that?
91Khēl mē̃ khēl . 92Phark paṛtā hai kyā ? 93Sthiti mē̃ phark paṛtā hai ? 94Alaukik svayamvar dēkhnē mē̃ aur chōlā badaltē huē dēkhnē mē̃ phark paṛā ?
34So, first of all, check the foundation: to what extent have you become one who experiments with yoga at the right time.
95Thōṛī lahar badlī|badalī huī ki nahī̃ ? 96Sākṣhī hōkar khēl dēkhō tō vō apnē vidhi kā aur vō apnē vidhi kā .
35If you have not yet become transformers of your own sanskars, how would you become transformers of the new world?
97Sahaj naṣhṭōmōhā hōnā yah bahut kāl K|kē yōg K|kē vidhi key|kī siddhi hai . 98Tō naṣhṭōmōhā , sahaj mr̥ityu kā khēl dēkhā . 99Is khēl kā kyā rahasya dēkhā ?
36The first sign of a soul who experiments is that he will constantly be victorious over his sanskars by experimenting.
100Dēh K|kē smr̥iti sē bhī uparām . 101Chāhē vyādhi dvārā , chāhē vidhi dvārā - aur kōī bhī ākarṣhaṇ ant samay ākarṣitanahī̃ karē .
37The second sign is that, through experimenting with yoga, he will be victorious over the situations that come through nature.
102Iskō kahā jātā hai sahaj chōlā badlī|badalī karnā . 103Tō kyā karnā hai ? 104Naṣhṭōmōhā , centre bhī yād nahī̃ āyē .
38From time to time, the upheavals of nature also attract yogi souls towards themselves.
105 ( teachers kō dēkhtē huē ) aisē nahī̃ kōī jijñāsū yād ā jāyē , kōī centre key|kī vastu yād ā jāyē , kuchh kinārē kiyā huā yād ā jāyē … .
39At such a time, do you experiment with the method of yoga? 40Does nature sometimes not influence a yogi soul, an elevated soul?
106Sabsē nyārē aur bāp K|kē pyārē . 107Pahlē sē hī kinārē chuṭē huē hō̃ . 108Kōī kinārē kō sahārā nahī̃ banānā hai .
41You are Brahmin souls, the most elevated souls, and therefore, nature is a servant of you most elevated souls.
109Sivāēmañzil K|kē aur kōī lagāv nahī̃ hō . 110Achchhā ! 111Nirmalśhāntā dādī sē mulākāt
42What would you say if the master came under the influence of the servant?
112Saṅgaṭhan achchhā lagtā hai ? 113Saṅgaṭhan key|kī viśhēṣh śhōbhā hō . 114Sabkī najar kitnē pyār sē āp sabkē taraph jātī hai !
43Nowadays, matter in the form of facilities and materials influence the most elevated souls.
115Jab tak jitnī sēvā hai utnī sēvā śharīr dvārā hōnī hī hai .
44Their yogi life is based on the facilities or materials.
116Kaisē bhī karkē śharīr chaltā hī rahēgā . 117Śharīr kō chalānē kā ḍhaṅg ā gayā hai nā . 118Achchhā chal rahā hai .
45If they did not have so many facilities or so much material, then neither would they be so yogyukt.
119Kyōṅki bāp key|kī aur sabkī duāyē̃ haĩ .
46This is known as being influenced.
120Khuśh rahnā hai aur khuśhī bāṇṭnī hai aur kyā kām hai . 121Sab dēkh-dēkh kitnē khuśh hōtē haĩ tō khuśhī bāṇṭ rahē haĩ nā .
47Facilities automatically appear in front of the spiritual endeavour of a yogi soul or a soul who experiments.
122Khā bhī rahē haĩ , bāṇṭ bhī rahē haĩ . 123Āp sab ēk-ēk darśhanīy mūrt hō . 124Sabkī najar nimitt ātmāō̃ taraph jātī hai tō darśhanīy mūrt hō gayē nā . 125Achchhā !
48The facilities should not be the basis of spiritual endeavour, but it is the spiritual endeavour which automatically brings the facilities for support.
126Avyakt bāpdādā key|kī personal mulākāt 127Group nã . 1
49This is known as being a soul who experiments.
128Brāhmaṇ jīvan kā ādhār - yād aur sēvā 129Drama anusār brāhmaṇ jīvan mē̃ sabhī kō sēvā kā chance milā huā hai nā .
50So check to what extent you have become victorious in transforming your sanskars and in being victorious over the influence of nature.
130Kyōṅki brāhmaṇ jīvan kā ādhār hī hai yād aur sēvā . 131Agar yād aur sēvā kamzōr hai tō jaisē śharīr kā ādhār kamzōr hō jātā hai tō śharīr davāiyō̃ K|kē dhakkē sē chaltā hai nā . 132Tō brāhmaṇ jīvan mē̃ agar yād aur sēvā kā ādhār majbūt nahī̃ , kamzōr hai , tō vah brāhmaṇ jīvan bhī kabhī tēj chalēgā , kabhī ḍhīlā chalēgā , dhakkē sē chalēgā . 133Kōī sahyōg milē , kōī sāth milē , kōī circumstance milē tō chalē̃gē , nahī̃ tō ḍhīlē hō jāyēṅgē .
51The third sign is to be victorious over the vices.
134Isliē yād aur sēvā kā viśhēṣh ādhār sadā śhaktiśhālī chāhiē . 135Dōnō̃ hī śhaktiśhālī hō̃ .
52The five vices are a poisonous snake for others, but for you yogi souls who also experiment, that snake becomes a garland around your neck.
136Sēvā bahut hai , yād kamzōr hai yā yād bahut achchhī hai , sēvā kamzōr hai tō bhī tīvragati nahī̃ hō saktī . 137Yād aur sēvā dōnō̃ mē̃ tīvragati chāhiē .
53Even today, devotees worship and remember the memorial of you Brahmins and Father Brahma in the form of the bodiless tapaswi, Shankar.
138Śhaktiśhālī chāhiē . 139Tō dōnō̃ hī śhaktiśhālī haĩ yā phark paṛ jātā hai ? 140Kabhī sēvā jyādā hō jātī , kabhī yād jyādā hō jātī ?
54Another memorial is that that snake becomes so subservient to you that it becomes a stage on which you dance in happiness.
141Dōnō̃ sāth-sāth hō̃ . 142Yād aur nisvārth sēvā .
55When you are victorious, what do you experience?
143Svārtha key|kī sēvā nahī̃ , nisvārth sēvā hai tō māyā jīt bannā bahut sahaj hai .
56What is your stage at that time? 57You continue to dance in happiness, do you not?
144Her|har karma mē̃ , karma key|kī samāpti K|kē pahlē sadā vijay dikhāī dēgī .
58So this stage (sthithi) has been shown as a stage (to dance on).
145Itnā aṭal niśhchay kā anubhav hōgā ki vijay tō huī paṛī hai ?
59Inner awareness is also called a stage.
146Agar brāhmaṇ ātmāō̃ key|kī vijay nahī̃ hōgī tō kiskī hōgī ? 147Kṣhatriyō̃ key|kī hōgī kyā ?
60One who is victorious over the vices in this way is known as being one who experiments.
148Brāhmaṇō̃ key|kī vijay hai nā . 149Question mark nahī̃ hōgā .
61So check to what extent you are one who experiments.
150Kar tō rahē haĩ , chal tō rahē haĩ , dēkh lē̃gē , hō jāyēgā , hōnā tō cāhiē-tō yē śhabda nahī̃ āyēṅgē . 151Patā nahī̃ kyā hōgā , hōgā yā nahī̃ hōgā-yah niśhchay K|kē bōl haĩ ?
62If you do not experiment with yoga at the right time, if you do not attain success with the method of yoga at the right time, would you call it the right method?
152Niśhchaybuddhi vijayī-yah gāyan hai nā ? 153Tō jab practical huā hai tab tō gāyan hai . 154Niśhchaybuddhi key|kī niśhānī hai-vijay niśhchit . 155Jaisē kisī bhī prakār key|kī kiskō śhakti hōtī hai-cāhē dhan kī hō , buddhi kī hō , sambandh-sampark kī hō tō uskō niśhchay rahtā hai-yah kyā baṛī bāt hai , yah tō kōī bāt hī nahī̃ hai .
63Time shows its fast speed from time to time.
156Āpkē pās|pass tō sab śhaktiyā̃ haĩ . 157Dhan key|kī śhakti hai ki dhan key|kī śhakti karōṛpatiyō̃ kē pās hai ?
64Division, irreligiousness, and extreme degradation are quickly increasing in every field.
158Sabsē baṛā dhan hai avināśhī dhan , jō sadā sāth hai . 159Tō dhan key|kī śhakti bhī hai , buddhi key|kī śhakti bhī hai , position key|kī śhakti bhī hai .
65At such a time, it is necessary for there to be a fast increase in the method of yoga and an increase in success through the right method.
160Jō bhī śhaktiyā̃ gāī huī haĩ sab śhaktiyā̃ āp mē̃ haĩ . 161Haĩ yā kabhī prāyaḥ lōp hō jātī haĩ ?
66So, the basis of claiming a number ahead is the easy method of being one who experiments.
162Inhē̃ emerge rūp mē̃ anubhav karō .
67So what did BapDada see?
163Aisē nahī̃-hā̃ , hū̃ tō sarvśhaktimān kā bachchā lēkin anubhav nahī̃ hōtā . 164Tō sabhī bharpūr hō ki thōṛā-thōṛā khālī hō ?
68Instead of having a fast speed at the time of experimenting with yoga, you have an ordinary speed.
165Samay par vidhi dvārā siddhi prāpt hō . 166Aisē nahī̃ samay par hō nahī̃ aur vaisē naśhā hō ki bahut śhaktiyā̃ haĩ . 167Kabhī apnī śhaktiyō̃ kō bhūlnā nahī̃ , use kartē jāō-agar sva prati kārya mē̃ lagānā ātā hai tō dūsrē K|kē kārya mē̃ bhī lagā saktē haĩ . 168Pāṇḍavō̃ mē̃ śhakti ā gaī yā kabhī krōdh ātā hai ?
69Now, increase this speed.
169Thōṛā-thōṛā krōdh ātā hai ?
70What will happen then?
170Kōī krōdh karē tō krōdh ātā hai , kōī insult karē tō krōdh ātā hai ? 171Yah tō aisē hī huā jaisē duśhman ātā hai tō hār hōtī hai .
71Through using the right method, you will experience yourself to be an embodiment of success.
172Mātāō̃ kō thōṛā-thōṛā mōh ātā hai ? 173Pāṇḍavō̃ kō apnē her|har kalp K|kē vijayapan key|kī sadā khuśhī emerge hōnī chāhiyē .
72Even today, people continue to experience attaining success from your nonliving idols.
174Kabhī bhī kōī pāṇḍavō̃ kō yād karē̃gē tō pāṇḍav śhabda sē vijay sāmnē āyēgī nā . 175Pāṇḍav arthāt vijayī .
73It is because you became embodiments of success in the living form that your memorials have continued.
176Pāṇḍavō̃ key|kī kahānī kā rahasya hī kyā hai ? 177Vijay hai nā . 178Tō her|har kalp K|kē vijayī .
74You are not those who have occult powers, but those who have success by having the right method.
179Emerge rūp mē̃ naśhā rahē . 180Merge nahī̃ .
75So, do you understand what you have to do?
181Achchhā ! 182Group nã . 2 183Sarv dvārā mān prāpt karnē kē liē nirmāṇ banō 184Sabhī apnē kō sadā kōṭō̃ mē̃ kōī aur kōī mē̃ bhī kōī śhrēṣhṭh ātmā anubhav kartē hō̃ ?
76You have everything, but to experiment with it at the right time and to be successful in that experiment is known as being a soul who is an embodiment of knowledge.
185Ki kōṭō̃ mē̃ kōī jō gāyā huā hai vō aur kōī hai ? 186Yā āp hī hō ?
77Such souls who are embodiments of knowledge are extremely loved and extremely close.
187Tō kitnā ēk-ēk ātmā kā mahatva hai arthāt her|har ātmā mahānahai . 188Tō jō jitnā mahānahōtā hai , mahāntā key|kī niśhānī jitnā mahān utnā nirmāṇ . 189Kyōṅki sadā bharpūr ātmā hai . 190Jaisē vr̥ikṣha K|kē liyē kahtē haĩ nā jitnā bharpūr hōgā utnā jhukā huā hōgā aur nirmāntā hī sēvā kartī hai .
78Achcha.
191Jaisē vr̥ikṣha kā jhuknā sēvā kartā hai , agar jhukā huā nahī̃ hōgā tō sēvā nahī̃ karēgā . 192Tō ēk taraph mahāntā hai aur dūsrē taraph nirmāntā hai . 193Aur jō nirmāṇ rahtā hai vah sarv dvārā mān pātā hai . 194Svayã nirmāṇ banē̃gē tō dūsrē mān dēgē .
79To those who constantly experience elevated success through the method of yoga, to the souls who transform their sanskars from ordinary to elevated sanskars, to the victorious souls who are conquerors of matter and conquerors of the vices, to the souls who experience the speed of experimenting to be fast, to those yogi souls who are embodiments of knowledge and are yogyukt, love, remembrance and namaste from BapDada.
195Jō abhimān mē̃ rahtā hai uskō kōī mān nahī̃ dētē . 196Ussē dūr bhāgē̃gē .
80BapDada speaking to Dadi Nirmalshanta: Do you like the gathering?
197Tōmahān aur nirmāṇ hai yā nahī̃ hai - uskī niśhānī hai ki nirmāṇ sabkō sukh dēgā . 198Jahā̃ bhī jāyēgā , jō bhī karēgā vah sukhdāyī hōgā . 199Issē check karō ki kitnē mahān haĩ ? 200Jō bhī sambandh-sampark mē̃ āyē sukh key|kī anubhūti karē .
81The gathering has special beauty.
201Aisē hai yā kabhī duḥkh bhī mil jātā hai ?
82Everyone’s vision falls on all of you with so much love.
202Nirmāntā cum|kam tō sukh bhī sadā nahī̃ dē sakē̃gē . 203Tō sadā sukh dētē , sukh lētē yā kabhī duḥkh dētē , duḥkh lētē ?
83While there is service to do, that much service definitely has to take place through the body.
204Chalō dētē nahī̃ lēkin lē bhī lētē hō ?
84No matter how, the body will continue to function.
205Thōṛā feel hōtā hai tō lē liyā nā .
85You now know the art of making your body function.
206Agar kōī bhī bāt kisī key|kī feel hō jātī hai tō iskō kahē̃gē duḥkh lēnā .
86It is functioning well because you have the blessings of the Father and everyone else.
207Lēkin kōī dē aur āp nahī̃ lō|low , yah tō āpkē ūpar hai nā .
87You have to remain happy and distribute happiness.
208Jiskē pās|pass hōgā hī duḥkh vō kyā dēgā ?
88What else do you have to do?
209Duḥkh hī dēgā nā . 210Lēkin apnā kām hai sukh lēnā aur sukh dēnā .
89Everyone is so happy to see you, and so you are distributing happiness, are you not?
211Aisē nahī̃ ki kōī duḥkh dē rahā hai tō kahē̃gē maĩ kyā karū̃ ?
90You are eating it yourself and also distributing it.
212Mainnē nahī̃ diyā lēkin usnē diyā .
91Each one of you is an image that grants visions.
213Apnē kō check karnā hai-kyā lēnā hai , kyā nahī̃ lēnā hai . 214Lēnē mē̃ bhī hōśhiyārī chāhiyē nā .
92Everyone’s vision falls on the instrument souls, and so you have become images that grant visions, have you not?
215Isliyē brāhmaṇ ātmāō̃ kā gāyan hai-sukh K|kē sāgar K|kē bachchē , sukh svarūp sukhadēvā haĩ . 216Tō sukh svarūp sukhadēvā ātmāyē̃ hō . 217Duḥkh key|kī duniyā chhōṛ dī , kinārā kar liyā yā abhī tak ēk pāṅw duḥkhdhām mē̃ hai , ēk pāṅw saṅgam par hai ? 218Aisē tō nahī̃ ki thōṛā-thōṛā vahā̃ buddhi rah gaī hai ?
93Achcha.
219Pāṅw nahī̃ hai lēkin thōṛī aṅgulī rah gaī hai ?
94Avyakt BapDada meeting groups personally:
220Jab duḥkhdhām kō chhōṛ chalē tō na duḥkh lēnā hai na duḥkh dēnā hai . 221Achchhā !
95The basis of Brahmin life is remembrance and service
222Yē variety group hai . 223Double vidēśhī bhī haĩ . 224Kahā̃ K|kē bhī hō lēkin ēk K|kē hō . 225Ēk K|kē haĩ aur ēk haĩ .
96According to the drama, everyone in their Brahmin life has received a chance to do service.
226Sab ēk kyā haĩ ? 227Brāhmaṇ ātmāyē̃ haĩ .
97The basis of Brahmin life is remembrance and service.
228Yē tō sēvā K|kē liyē bhinn-bhinn sthān par baiṭhai hō lēkin yād kyā rahtā hai ? 229Ham ēk K|kē haĩ aur sab ēk brāhmaṇ ātmāyē̃ haĩ . 230Itnī khuśhī rahtī hai ? 231Jab brāhmaṇ āpas mē̃ miltē haĩ tō kitnī khuśhī hōtī hai !
98If remembrance and service are weak, then, just as when the body becomes weak you have to make it work with medicine and by pushing it, similarly, if the basis of remembrance and service in Brahmin life is not strong, if it is weak, then that Brahmin life will also be sometimes fast, sometimes slow and sometimes will need to be pushed.
232Aur khuśhī bhī avināśhī khuśhī . 233Kyōṅki apanākhazānā hai nā . 234Tō apanākhazānā sāth rakhē̃gē yā alag kar dēgē .
99If you have some cooperation, someone’s company or the right circumstances, you would then continue, otherwise you would become slack.
235Tō sabhī uṛtē chalō aur uṛātē chalō . 236Samjhā . 237Abhī uṛnā hai , chalnā nahī̃ hai .
100This is why the basis of remembrance and service has to be particularly powerful.
238Vartamān vā bhaviṣhya mē̃ kabhī mūñjhtē tō nahī̃ hō . 239Lēkin sva-sthiti kē āgē paristhiti kuchh bhī nahī̃ . 240Kitnā bhī baṛā pahāṛ hō lēkin āp ūñchē hō tō pahāṛ chhōṭā-sā lagēgā . 241Tō jab kōī baṛī paristhiti lagē tō uṛtī kalā mē̃ chalē jāō .
101Both should be powerful.
242Phir paristhiti khilaunā lagēgī . 243Kyā bhī hō , kaisē bhī hō lēkin uṛtī kalā kē āgē kuchh nahī̃ hai . 244Group nã … 3 245Māyā jīt bannē kē liē master savarśaktimānakī position smr̥iti mē̃ rakhō
102If you are doing a lot of service and your remembrance is weak or if there is a lot of remembrance and your service is weak, then too, it would not be said to be a fast speed.
246Apnē kō kamal puṣhp samān nyārē aur pyārē samajhtē hō ?
103Both remembrance and service have to be fast; they have to be powerful.
247Sadā nyārē aur bāp K|kē pyārē anubhav kartē hō ? 248Vā kabhī-kabhī kartē hō ?
104So, are both powerful or is there a difference?
249Agar kisī bhī prakār key|kī māyā key|kī parchhāī bhī paṛ gaī tō kamal puṣhp kahē̃gē ? 250Tō māyā ātī hai yā sabhī māyājīt hō ?
105Is it that there is sometimes greater service and at other times there is greater remembrance?
251Kyōṅki sadā apnē kō master sarvśhaktimān śhrēṣhṭh ātmā samajhtē hō tō master sarvśhaktimān kē āgē māyā ā nahī̃ saktī . 252Māyā chīṇṭī hai yā śhēr hai ? 253Tō chīṇṭī par vijay prāpt karnā baṛī bāt hai kyā ? 254Jab apnī smr̥iti key|kī ūñchī stage par hōtē hō tō māyā chīṇṭī kō jītnā sahaj lagtā hai aur jab kamzōr hōtē hō tō chīṇṭī bhī śhēr māphik lagtī hai .
106Both should be simultaneous: remembrance and altruistic service.
255Tō sadā amr̥itvēlē is smr̥iti kō emerge karō ki maĩ master sarvśhaktimān hū̃ . 256Tō amr̥itvēlē key|kī smr̥iti sārā din sahyōg dētī rahēgī . 257Jaisē sthūl position vālē apnē position kō bhūltē nahī̃ . 258Ājkal kā prime minister apnē kō bhūl jāyēgā kyā ki maĩ prime minister hū̃ ?
107It should not be service with selfish motives.
259Āpkā position hai-māsṭar sarvśhaktimān . 260Tō bhūl nahī̃ saktē .
108If service is altruistic, it is very easy to become a conqueror of Maya.
261Lēkin bhūl jātē hō isliē rōj amr̥itvēlē is smr̥iti kō emerge karnē sē nirantar yād hō jāyēgī . 262Mātāō̃ kō naśhā rahtā hai ki jō duniyā ḍhūṇḍh rahī hai vō hamē̃ prāpt hai , duniyā vālō̃ nē ṭhukrāyā lēkin bāp nē hamē̃ āgē kiyā . 263 ( tīn bhāṣhā vālē baiṭhē haĩ ) bas , yē variety bhāṣhāō̃ kā thōṛā sā samay hai , phir tō ēk bhāṣhā hō jāyēgī . 264Kaun see|sī|C ēk bhāṣhā hōgī ?
109In every action, before the completion of that action you will always be able to see victory in that.
265 ( hindī hōgī ) tō āpkō bhī sīkhnī paṛēgī nā . 266Abhī dēkhō sthūl paṛhāī bhī hō rahī hai , rūhānī paṛhāī bhī hō rahī hai .
110There will be the experience of such firm faith that victory is already guaranteed.
267Hindī bhī sīkh rahē hō nā . 268Achchhā hai , lagan , snēh achchhā hai .
111If Brahmin souls are not victorious, who else will be?
269Kitnā snēh hai ? 270Sāgar bhī iskē āgē kuchh nahī̃ hai .
112Will the warriors be victorious?
271Jitnā jō snēh mē̃ rahtā hai utnā hī bāp dvārāpadamaguṇā snēh prāpt huā anubhav kartā hai .
113It is the victory of Brahmins, is it not?
272Achchhā . 273Sabhī umaṅg-utsāh mē̃ hō nā .
114There will not be a question mark.
274Kyā sē kyā ban gayē ! 275Group nã . 4
115There won’t be the words, “I am doing my best.
276Himmat aur umaṅg-utsāh K|kē ādhār par uṛtī kalā kā anubhav karō 277Sadā uṛtī kalā K|kē liyē viśhēṣh kyā smr̥iti āvaśhyak hai ? 278Kabhī bhī nīchē nahī̃ āyē̃ sadā ūpar rahē̃ uskē liyē kyā āvaśhyak hai ? 279Uṛnē K|kē liyē paṅkh chāhtē haĩ nā .
116I am moving along.
280Tō uṛtī kalā K|kē dō paṅkh kaun sē hai ? 281 ( gyān aur yōg ) gyān aur yōg kē sāth himmat aur umaṅg-utsāh . 282Agar himmat hai tō himmat sē jō chāhē , jaisē chāhē vaisē kar saktē haĩ . 283Isliyē gāyā huā bhī hai himmatē bachchē madadē bāp .
117We will see about it.
284Tō himmat aur umaṅg-utsāh rahtā hai ? 285Kyōṅki kisī bhī kārya mē̃ saphaltā prāpt karnē kē liē umaṅg utsāh bahut jarūrī hai . 286Agar umaṅg utsāh nahī̃ hōgā tō kārya saphal nahī̃ hō saktā . 287Kyō̃ ?
118It will happen.
288Jahā̃ umaṅg-utsāh nahī̃ hōgā vahā̃ thakāvaṭ bahut jyādā hōgī aur thakā huā kabhī saphal nahī̃ hōgā . 289Tō himmat aur umaṅg-utsāh-isī ādhār par sadā uṛtī kalā kā anubhav kar saktē hō . 290Vartamān samay K|kē anusār uṛtī kalā K|kē sivāēmañzil par pahũch nahī̃ saktē . 291Kyōṅki purūṣhārth hai ēk janm kā aur prāpti 21 janm kē liē hī nahī̃ sārē kalp kī hai .
119It has to happen.”
292Dvāpar kē bād bhī pūjya tō bantē hō nā . 293Ēk janm key|kī mēhnat aur anēk janmō̃ key|kī prāpti .
120To say, “I don’t know what will happen or whether it will happen or not,” are these words of faith?
294Tō kitnā tīvr gati sē purūṣhārth kartē hō ? 295Aisē tīvrapuruṣārthī hō yā puruṣhārthī hō ?
121The memorial is of those who become victorious through having faith in the intellect.
296Jab samay key|kī pahchān smr̥iti mē̃ rahtī hai tō tīvr purūṣhārth K|kē binā rah nahī̃ saktē . 297Samay kā mahatva sadā yād rakhō .
122It is because it happened in the practical form that there is the memorial.
298Aisē kabhī sōchā thā ki ēk janm mē̃ anēk janm sudhar jāyēṅgē , saphal hō jāyēṅgē .
123The sign of faith in the intellect is guaranteed victory.
299Sōchā nahī̃ thā lēkin anubhav kar liyā . 300Abhī kyā viśhēṣhtā karē̃gē ? 301Pradarśhanī aur mēlā karē̃gē ! 302Mēlā tō common hō gayā .
124When someone has a particular power, whether of wealth, an intellect, relationships or connections, then he has that faith that this is not a big thing.
303Nayā kyā karē̃gē ?
125This is nothing.
304Jō kiyā , jitnā kiyā vō achchhā kiyā lēkin abhī kōī powerful mike nikālō . 305Kyōṅki abhī thōṛē samay mē̃ taiyārī jyādā karnī hai tō mike chāhiyē nā jō āpkī taraph sē ēk anēkō̃ kō sandēśh dē . 306Āp kab tak apnā parichay dētē rahē̃gē ? 307Abhī dūsrē āpkā parichay dē̃ .
126You have all powers.
308Mātāyē̃ aisī mātāyē̃ nikālō . 309Aisī bahut mātāyē̃ haĩ jinkā āvāj buland hō saktā hai .
127Do you have the power of wealth or is it the multimillionaires who have the power of wealth?
310Mike kā arth|earth hai jiskā āvāj buland hō . 311Mēhnat cum|kam aur phal jyādā nikalē .
128The greatest wealth of all is the imperishable wealth which you have with you at all times.
312Sadā isī smr̥iti mē̃ rahō ki ham bāp K|kē right hand arthāt sadā her|har kārya mē̃ sahyōgī ātmāyē̃ haĩ .
129You have the power of wealth, you have the power of an intellect, you have the power of position.
313Tō right hand tō kamāl karēgā nā .
130You have all the powers that are remembered.
314Achchhā , kumāriyā̃ bhī I|āī|eye huī haĩ .
131Do you have them or do they sometimes disappear?
315Kumāriyā̃ kamāl kā plan banā rahī hō yā apnē kō chhōṭī samajhtī hō ?
132Experience them in the emerged form.
316Kyā kamāl karē̃gī ? 317Sabsē baṛē sē baṛē kō aisē samjhō jō vō chhōṭā hō jāyē āp baṛī hō jāō . 318Achchhā hai , kumāriyō̃ key|kī jīvan śhrēṣhṭh hō gaī .
133It should not be that you think, “Yes, I am a child of the Almighty Authority”, but that you are not able to experience it.
319Apnē kō bhāgyavān samajhtī hō nā . 320Achchhā ! 321Group nã . 5
134So, are all of you full or a little empty?
322Viśhēṣh pārṭdhārī arthāt her|har kadam , her|har second sadā alert , albēlē nahī̃ 323Sadā apnē kō chaltē-phirtē , khātē-pītē bēhad world drama key|kī stage par viśhēṣh pārṭdhārī ātmā anubhav kartē hō ? 324Jō viśhēṣh pārṭdhārī hōtā hai uskō sadā her|har samay apnē karma arthāt part kē ūpar attention rahtā hai . 325Kyōṅki sārē drama kā ādhār hero part-dhārī hōtā hai .
135Attain success at the right time with the right method.
326Tō is sārē drama kā ādhār āp hō nā . 327Tō viśhēṣh ātmāō̃ kō vā viśhēṣh pārṭdhāriyō̃ kō sadā itnā hī attention rahtā hai ?
136It should not be that you don’t have these at a time of need but that you otherwise have the intoxication of having many powers.
328Viśhēṣh pārṭdhārī kabhī bhī albēlē nahī̃ hōtē . 329Alert hōtē haĩ .
137Never forget your powers; continue to use them.
330Tō kabhī albēlāpan tō nahī̃ ā jātā ? 331Kar tō rahē haĩ , pahũch hī jāyēṅgē , aisē tō nahī̃ sōchtē ?
138If you know how to use them for yourself, you should also be able to use them for the task of others.
332Kar rahē haĩ lēkinakis gati sē kar rahē haĩ ? 333Chal rahē haĩ lēkin kis gati sē chal rahē haĩ ?
139Have the Pandavas developed power or do you sometimes get angry?
334Gati mē̃ tō antar hōtā hai nā . 335Kahā̃ paidal chalnē vālā aur kahā̃ plain|plane mē̃ chalnē vālā ! 336Kahnē mē̃ tō āyēgā ki paidal vālā bhī chal rahā hai aur plain|plane vālā bhī chal rahā hai lēkin phark kitnā hai ? 337Tō sirph chal rahē haĩ , brahmākumār ban gayē mānā chal rahē haĩ lēkin kis gati sē ?
140Do you sometimes get a little angry?
338Tīvragati vālā hī samay paramañzil par pahũchēgā . 339Nahī̃ tō pīchhē rah jāyēgā .
141Do you get angry when someone gets angry or when someone insults you?
340Yahā̃ bhī prāpti tō hōtī hai lēkin sūryavanśhī key|kī hōtī hai yā chandravanśhī key|kī hōtī hai antar tō hōtā hai nā . 341Tō sūryavanśhī mē̃ ānē kē liē her|har saṅkalp , her|har bōl sē sādhāraṇtā samāpt hō . 342Agar kōī hero actor sādhāraṇ act karē tō sabhī us par hansē̃gē nā . 343Tō yah sadā smr̥iti rahē ki maĩ viśhēṣh pārṭdhārī hū̃ isliyē her|har karma viśhēṣh hō , her|har kadam viśhēṣh hō , her|har second , her|har samay , her|har saṅkalp śhrēṣhṭh hō .
142This is like being defeated when an enemy comes.
344Aisē nahī̃ ki yē tō 5 minute sādhāraṇ huā . 345Pāñch minute , pāñch minute nahī̃ hai . 346Saṅgamyug K|kē pāñch minute bahut mahatva vālē haĩ , pāñch minute pāñch sāl sē bhī jyādā haĩ isliē itnā attention rahē . 347Iskō kahtē haĩ tīvrapuruṣārthī .
143Do the mothers have a little attachment?
348Tīvr purūṣhārthiyō̃ kā slōgan kaun-sā hai ? 349 ab nahī̃ tō kab nahī̃ . 350 tō yah sadā yād rahtā hai ?
144The Pandavas should have the happiness of their victory every cycle in an emerged form.
351Kyōṅki sadā kā rājya bhāgya prāpt karnā chāhtē hō tō attention bhī sadā . 352Ab thōṛā samay sadā kā attention bahutkāl , sadā key|kī prāpti karānē vālā hai .
145Whenever anyone remembers the word ‘Pandavas’, together with that word, victory will also come in front of it.
353Tō her|har samay yē smr̥iti rahē aur checking hō ki chaltē-chaltē kabhī sādhāraṇtā tō nahī̃ ā jātī ? 354Jaisē bāp kō param ātmā kahā jātā hai , tō param hai nā . 355Tō jaisē bāp vaisē bachchē bhī her|har bāt mē̃ param yānī śhrēṣhṭh . 356Tō abhī svayã kā purūṣhārth bhī tīvr aur sēvā mē̃ bhī cum|kam samay , cum|kam mēhnat aur saphaltā jyādā .
146Pandava means victorious.
357Ēk anēkō̃ jitnā kām karē . 358Tō aisā plan banāō .
147What is the significance of the story of the Pandavas?
359Pañjāb hai tō bahut purānā .
148It is victory, is it not?
360Sēvā K|kē ādi sē hō tō ādi sthān vālē kōī ādi ratna nikālō .
149So, you are victorious every cycle.
361Vaisē bhī pañjāb kō śhēr kahtē haĩ nā . 362Tō śhēr gajagōr kartā hai nā .
150Have this intoxication in an emerged form, not merged.
363Tō gajagōr arthāt buland āvāj . 364Ab dēkhē̃gē - kyā kartē haĩ aur kaun kartē haĩ ? 365Sadā smr̥iti rahē ki maĩ viśhēṣh pārṭdhārī hū̃ . 366Her|har kadam viśhēṣh hō , her|har second , her|har samay , her|har saṅkalp śhrēṣhṭh hō , uskō kahtē haĩ tīvrapuruṣārthī .
151Achcha.
367Tīvr 368Purūṣhārthiyō̃ kā slōgan hai - - ab nahī̃ tō kab nahī̃ . 369
152* * * O MS H A N T I * * *