गुरुवार 2 दिसंबर 1993 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 102-12-93 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 02-12-93 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2Number one bannē K|kē liē-guṇ mūrt ban guṇō̃ kā dān karnē vālē 3Mahādānī banō

1In order to be number one, become the embodiment of virtues, be great donors and donate virtues.

4Aṭal-akhaṇḍ bhav kā vardān dēnē vālē bāpdādā apnē dānī-mahādānī bachchō̃ prati bōlē - 5Āj bēhad K|kē māt-pitā chārō̃ ōr K|kē viśhēṣh bachchō̃ kō dēkh rahē thē . 6Kyā viśhēṣhtā dēkhī  ? 7Kaun sē bachchē akhuṭ gyānī , aṭal svarājya adhikārī , akhaṇḍ nirvighna , akhaṇḍ yōgī , akhaṇḍ mahādānī haĩ-aisē viśhēṣh ātmāyē̃ kōṭō̃ mē̃ kōī banē huē haĩ .

2Today, the unlimited Mother and Father are looking at the special children in all four directions.

8Gyānī , yōgī , mahādānī sabhī banē haĩ lēkin akhaṇḍ kōī-kōī banē haĩ . 9Jō akhuṭ , aṭal aur akhaṇḍ haĩ vahī vijay mālā K|kē vijayī maṇakē haĩ . 10Bāpdādā nē saṅgamyug par sabhī bachchō̃ kō ‘ aṭal-akhaṇḍ bhav ’ kā vardān diyā hai lēkin vardān kō jīvan mē̃ sadā dhāraṇ karnē mē̃ number-vār ban gayē haĩ . 11Number one bannē K|kē liyē sabsē sahaj vidhi hai akhaṇḍ mahādānī banō .

3What specialities do they see?

12Akhaṇḍ mahādānī arthāt nirantar sahaj sēvādhārī . 13Kyōṅki sahaj hī nirantar hō saktā hai . 14Tō akhaṇḍ sēvādhārī arthāt akhaṇḍ mahādānī . 15Dātā K|kē bachchē hō , sarvakhazānō̃ sē sampann śhrēṣhṭh ātmāyē̃ hō .

4Which children are constantly knowledgeable, which children have claimed a right to the unchangeable kingdom of self­sovereignty, who are constantly free from obstacles, who are constant yogis and constantly great donors.

16Sampann key|kī niśhānī hai akhaṇḍ mahādānī . 17Ēk second bhī dān dēnē K|kē binā rah nahī̃ saktē . 18Dvāpar sē dānī ātmāyē̃ anēk bhakta bhī banē haĩ lēkin kitnē bhī baṛē dānī hō̃ , akhuṭakhazānē K|kē dānī nahī̃ banē haĩ . 19Vināśhī khazānēvā vastu K|kē dānī bantē haĩ .

5Only a handful of souls out of multimillions have become such special souls.

20Āp śhrēṣhṭh ātmāyē̃ ab saṅgam par akhuṭ aur akhaṇḍ mahādānī bantē hō . 21Apnē āpsē pūchhō ki akhaṇḍ mahādānī hō  ? 22Vā samay pramāṇ dānī hō  ? 23Vā chance pramāṇ dānī hō  ?

6Everyone has become knowledgeable, yogi and a great donor, but only a few have become this constantly.

24Akhaṇḍ mahādānī sadā tīn prakār sē dān karnē mē̃ busy rahtē haĩ-pahalā mansā dvārā śhaktiyā̃ dēnē kā dān , dūsrā vāṇī dvārā gyān kā dān , tīsrā karma dvārā guṇō̃ kā dān . 25In tīnō̃ prakār K|kē dān dēnē vālē sahaj mahādānī ban saktē haĩ . 26Result mē̃ dēkhā vāṇī dvārā gyān dān majority kartē rahtē hō . 27Mansā dvārā śhaktiyō̃ kā dān yathā śhakti kartē hō aur karma dvārā guṇ dān yē bahut cum|kam karnē vālē haĩ aur vartamān samay chāhē agyānī ātmāyē̃ haĩ , chāhē brāhmaṇ ātmāyē̃ haĩ dōnō̃ kō āvaśhyaktā guṇdān kī hai .

7Those who are unending, unchangeable and constant can become the victorious jewels of the rosary of victory.

28Vartamān samay viśhēṣh svayã mē̃ vā brāhmaṇ parivār mē̃ is vidhi kō tīvr banāō . 29Yē divya guṇ sabsē śhrēṣhṭh prabhu prasād hai . 30Is prasād kō khūb bāṇṭō .

8At the confluence age, BapDada has given every child the blessings of remaining unchangeable and constant, but they have become numberwise in constantly imbibing these blessings in their lives.

31Jaisē-jab kōī sē bhī miltē hō tō ēk-dō mē̃ bhī snēh key|kī niśhānī sthūl ṭōlī khilātē hō nā , aisē ēk-dō mē̃ yē guṇō̃ key|kī ṭōlī khilāō . 32Is vidhi sē jō saṅgamyug kā lakṣhya hai - ’ ’ phariśhtā sō dēvtā ’ ’ yah sahaj sarv mē̃ pratyakṣha dikhāī dēgā . 33Yah practice nirantar smr̥iti mē̃ rakhō ki maĩ dātā kā bachchā akhaṇḍ mahādānī ātmā hū̃ . 34Kōī bhī ātmā chāhē agyānī hō , chāhē brāhmaṇ hō lēkin dēnā hai .

9In order to become number one, the easiest method is to become constantly great donors.

35Brāhmaṇ ātmāō̃ kō gyān tō pahlē hī hai lēkin dō prakār sē dātā ban saktē hō . 361 - jis ātmā kō , jis śhakti key|kī āvaśhyaktā hai us ātmā kō mansā dvārā arthāt śhuddha vr̥itti , vibrations dvārā śhaktiyō̃ kā dān arthāt sahyōg dō . 372 - karma dvārā sadā svayã jīvan mē̃ guṇ mūrt ban , pratyakṣha sample ban aurō̃ kō sahaj guṇ dhāraṇ karnē kā sahyōg dō . 38Iskō kahā jātā hai guṇ dān .

10To be constantly great donors means to be constant, easy servers.

39Dān kā arth|earth hai sahyōg dēnā .

11Because only those who are easy can be constant.

40Ājkal brāhmaṇ ātmāyē̃ bhī sunnē K|kē bajāy pratyakṣha pramāṇ dēkhnā chāhtī haĩ . 41Kisī kō bhī śhakti dhāraṇ karnē key|kī vā guṇ dhāraṇ karnē key|kī śhikṣhā dēnā chāhtē hō tō kōī dil mē̃ sōchtē , kōī kahtē ki aisē dhārṇā mūrt kaun banē haĩ  ? 42Tō dēkhnā chāhtē haĩ lēkin sunnā nahī̃ chāhtē . 43Aisē ēk-dō mē̃ kahtē hō nā-kaun banā hai , sabkō dēkh liyā … … .

12To be constant servers means to be constantly great donors.

44Jab kōī bāt ātī hai tō kahtē haĩ kōī nahī̃ banā hai , sab chaltā hai . 45Lēkin yah albēlēpan K|kē bōl haĩ , yathārth nahī̃ haĩ . 46Yathārth kyā hai  ? 47Phôlōbrahmā bāp .

13You are the children of the Bestower; you are the elevated souls who are complete with all treasures.

48Jaisē brahmā bāp nē svayã , sadā apnē kō nimitt example banāyā , sadā yah lakṣhya lakṣhaṇ mē̃ lāyā-jō ōṭē sō arjun arthāt jō svayã kō nimitt pratyakṣha pramāṇ banātā hai vahī arjun arthāt avval number kā bantā hai . 49Agar phôlōphādar karnā hai tō dūsrē kō dēkh bannē mē̃ number one nahī̃ ban sakē̃gē . 50Number-vār ban jāyēṅgē . 51Number one ātmā key|kī niśhānī hai-har śhrēṣhṭh kārya mē̃ mujhē nimitt ban aurō̃ kō simple karnē K|kē liyē sample bannā hai .

14The sign of being complete is to be a constantly great donor.

52Dūsrē kō dēkhnā , chāhē baṛō̃ kō , chāhē chhōṭō̃ kō , chāhē samān vālō̃ kō lēkin dūsrō̃ kō dēkh bannā ki pahlē yah-yah banē̃ tō maĩ banū̃ , tō number one tō vah hō gayā nā-jō banēgā . 53Tō svayã svataḥ hī number-vār mē̃ ā jātē haĩ . 54Tō akhaṇḍ mahādānī ātmā sadā apnē kō her|har second tīnō̃ hī mahādān mē̃ sē kōī na kōī dān karnē mē̃ busy rakhtā hai . 55Jaisā samay vaisī sēvā mē̃ sadā lagā huā rahtā hai .

15You are then not able to stay without donating for even one second.

56Unkō vyarth dēkhnē , sunnē vā karnē key|kī phursat hī nahī̃ . 57Tō mahādānī banē hō  ? 58Abhī underline karō-akhaṇḍa banē haĩ .

16Many souls have also become donor souls from the copper age, but no matter how great a donor they are, they have not become a donor of the unlimited treasures.

59Agar bīch-bīch mē̃ dātāpan mē̃ khaṇḍan paṛtā hai tō khaṇḍit kō sampūrṇ nahī̃ kahā jātā . 60Vartamān samay āpas mē̃ viśhēṣh karma dvārā guṇadātā bannē key|kī āvaśhyaktā hai . 61Har ēk saṅkalp karō ki mujhē sadā guṇ mūrt ban sabkō guṇ mūrt banānē kā viśhēṣh kartavya karnā hī hai . 62Tō svayã key|kī aur sarv key|kī kamzōriyā̃ samāpt karnē key|kī is vidhi mē̃ har ēk apnē kō nimitt avval number samajh āgē baṛhtē chalō .

17They become donors of perishable treasures and things.

63Gyān tō bahut hai , abhī guṇō̃ kō emerge karō , sarvguṇ sampann bannē aur banānē kā example banō . 64Achchhā  !

18At the confluence age, you elevated souls become unending and constantly great donors.

65Sarv akhaṇḍ yōgī tūātmāyē̃ , sarv sadā guṇ mūrt ātmāō̃ kō , sarv her|har saṅkalp her|har second mahādānī vā mahāsahayōgī viśhēṣh ātmāō̃ kō , sadā svayã kō śhrēṣhṭhatā mē̃ sample ban sarv ātmāō̃ kō simple sahaj prērṇā dēnē vālē , sadā svayã kō nimitt number one samajh pratyakṣha pramāṇ dēnē vālē bāp samān ātmāō̃ kō bāpdādā kā yād-pyār aur namastē . 66Dādī jānkī sē mulākāt 67 ( Australia , siṅgāpur ādi K|kē chakkar kā samāchār sunāyā aur sabkī yād dī|the ) 68Sabkī yād pahũch gaī .

19Ask yourself: Are you constantly a great donor?

69Chārō̃ ōr K|kē bachchē sadā bāp K|kē sāmnē haĩ iskā pratyakṣha pramāṇ hai jab bhī yād kartē tō samīp aur sāth kā anubhav kartē haĩ . 70Bābā kahā dil sē aur dilārām hājar . 71Isīliyē hī kahtē haĩ hajūr hājar hai , hājarā hajūr hai . 72Jahā̃ bhī haĩ , jō bhī haĩ lēkin her|har sthān par her|har kē pās hājar hō jātē haĩ isīliyē hājarā hajūr hō gayā .

20Or, are you a donor according to the time?

73Is snēh key|kī vidhi kō lōg nahī̃ jān saktē . 74Yah brāhmaṇ ātmāyē̃ hī jāntī haĩ .

21Or, are you a donor according to the chances you receive?

75Anubhavī is anubhav kō jāntē haĩ . 76Āp viśhēṣh ātmāyē̃ tō haĩ hī combined nā . 77Alag hō hī nahī̃ saktē .

22Constantly great donors remain busy all the time in donating in three ways.

78Lōg kahtē haĩ jidhar dēkhtē haĩ udhar tū hī tū hai aur āp kahtē hō jō kartē haĩ , jahā̃ jātē haĩ bāp sāth hī hai arthāt tū hī tū hai . 79Jaisē kartavya sāth hai tō her|har kartavya karānē vālā bhī sadā sāth hai . 80Isliyē gāyā huā hai karankarāvanhār . 81Tō combined hō gayā nā-karanahār aur karāvanhār .

23The first donation is that of giving powers through the mind.

82Tō āp sabkī sthiti kyā hai  ? 83Combined hai nā . 84Karankarāvanhār karanhār kē sāth hai hī , karāvanhār alag nahī̃ hai . 85Iskō hī combined sthiti kahā jātā hai .

24The second donation is that of giving knowledge through words and the third donation is that of virtues through actions.

86Sabhī apnā-apnā achchhā part bajā rahē hō . 87Anēk ātmāō̃ kē āgē sample hō , simple karnē K|kē . 88Aisē lagtā hai nā .

25Those who give these three types of donation can easily become great donors.

89Muśhkil kō sahaj banānā-yahīphôlō father hai . 90Aisē hai nā . 91Achchhā part bajāyā nā . 92Jahā̃ bhī haĩ , viśhēṣh pārṭdhārī viśhēṣh part bajānē K|kē sivāē rah nahī̃ saktē .

26But the result is that the majority of you continue to donate knowledge through words, and you donate powers through your mind according to your capacity, but there are very few who donate virtues through actions.

93Yah drama key|kī nūndh hai . 94Achchhā . 95Chakkar lagānā bahut achchhā hai . 96Chakkar lagāyā phir sweet home mē̃ ā gayē .

27And, at the present time, both types of souls, whether non­gyani or Brahmins, have a need for donation of virtues.

97Sēvā kā chakkar anēk ātmāō̃ kē prati viśhēṣh umaṅg-utsāh kā chakkar hai . 98Sab ṭhīk hai nā  ? 99Achchhā hī achchhā hai .

28At the present time, especially intensify this method for yourself and also for the Brahmin family.

100Drama key|kī bhāvī khīñchtī jarūr hai . 101Āp rahnā chāhō lēkin drama mē̃ nahī̃ hai tō kyā karē̃gē . 102Sōchtē bhī jānā paṛēgā .

29These divine virtues are the most elevated 'Prabhu prasad' (holy food blessed by God).

103Kyōṅki sēvā key|kī bhāvī hai tō sēvā key|kī bhāvī apnā kārya karātī hai . 104Ānā aur jānā yahī tō vidhi hai . 105Achchhā .

30So, now, distribute this "prasad" (holy food) a great deal.

106Saṅgaṭhan achchhā hai . 107Avyakt bāpdādā key|kī personal mulākāt 108Group . nã . 1 109Paramātma pyār kā anubhav karnē kē liē duḥkh key|kī lahar sē nyārē banō

31When you meet someone, the sign of your love for one another is that you offer that one some toli.

110Bāpdādā nē saṅgam par anēkakhazānē diyē haĩ un sabhī khazānō̃ mē̃ sē śhrēṣhṭh sē bā śrēṣṭhakhazānā hai - sadā khuśhī kā khazānā . 111Tō yah khuśhī kā khazānā sadā sāth rahtā hai  ? 112Kaisī bhī paristhiti ā jāyē lēkin khuśhī nahī̃ jā saktī . 113Jab paristhiti kōī duḥkh key|kī lahar vālī ātī hai tō bhī khuśh rahtē hō ki thōṛī-thōṛī lahar ā jātī hai  ?

32You all like toli, do you not?

114Kyōṅki saṅgam par hō nā .

115Tō ēk taraph hai duḥkhdhām , dūsrē taraph hai sukhdhām . 116Tō duḥkh K|kē lahar key|kī kaī bātē̃ sāmnē āyēṅgī lēkin apnē andar vō duḥkh key|kī lahar duḥkhī nahī̃ karē . 117Jaisē garmīkē mausam mē̃ garmītō hōgī nā lēkin svayã kō bachānā vō apnē ūpar hai . 118Tō duḥkh key|kī bātē̃ sunnē mē̃ āyēṅgī lēkin dil mē̃ prabhāv nahī̃ paṛē .

33In the same way, feed one another the toli of virtues.

119Isliyē kahā jātā hai nyārā aur prabhu kā pyārā . 120Tō duḥkh key|kī lahar sē nyārā tab prabhu kā pyārā banē̃gē . 121Jitnā nyārā utnā pyārā . 122Apnē āpkō dēkhō ki kitnē nyārē banē haĩ  ?

34With this method, the aim of the confluence age, which is that of "an angel becoming a deity", will easily be revealed in everyone.

123Jitnā nyārā bantē jātē hō utnā hī sahaj paramātma pyār kā anubhav kartē hō . 124Tō her|har rōj check karō ki kitnē nyārē rahē , kitnē pyārē rahē . 125Kyōṅki yē pyār paramātma pyār hai jō aur kōī bhī yug mē̃ prāpt hō nahī̃ saktā . 126Jitnā prāpt karnā hai utnā abhī karnā hai .

35Constantly keep this practice in your awareness: I, the child of the Bestower, am a constantly great donor.

127Abhī nahī̃ tō kabhī bhī nahī̃ hō saktā . 128Aur kitnā thōṛā sā samay yah paramātma pyār key|kī prāpti kā hai . 129Tō thōṛē samay mē̃ bahut anubhav karnā hai . 130Tō kar rahē hō  ?

36You have to give to non­gyani souls and Brahmin souls, but Brahmin souls already have knowledge anyway, and so you can become donors in two ways.

131Duniyā vālē khuśhī K|kē liyē kitnā samay , sampatti kharcha kartē haĩ aur āpkō sahaj avināśhī khuśhī kā khazānā mil gayā . 132Kuchh kharchā kiyā kyā  ? 133Khuśhī kē āgē kharcha karnē key|kī vastu hai hī kyā jō dēgē . 134Tō yahī khuśhī K|kē gīt gātē rahō ki jō pānā thā vō pā liyā .

37Through your mind, give whichever power a soul needs, that is, with a pure attitude and through vibrations, donate the powers to them, that is, give them co­operation.

135Pā liyā nā  ? 136Tō jab kōī cīzamil jātī hai tō khuśhī mē̃ nāchtē rahtē haĩ . 137Dūsrō̃ kō bhī yah khuśhī bāṇṭtē jāō . 138Jitnī bāṇṭtē jātē hō utnī baṛhtī jātī hai .

38Through your actions in your practical life, constantly be an embodiment of virtues, become a visible sample and give others co­operation by easily donating virtues to them.

139Kyōṅki bāṇṭnā mānā baṛhnā . 140Tō jō bhī sambandh mē̃ āyē vah anubhav karē ki inkō kōī śhrēṣhṭh prāpti huī hai , jiskī khuśhī hai . 141Kyōṅki duniyā mē̃ tō her|har samay kā duḥkh hai aur āpkē pās|pass her|har samay key|kī khuśhī hai . 142Tō duḥkhī kō khuśhī dēnā-yah sabsē baṛē sē baṛā puṇya hai .

39This is known as the donation of virtues.

143Tō sabhī nirvighna ban āgē uṛ rahē hō yā chhōṭē-chhōṭē vighna rōktē haĩ  ? 144Vighnō̃ kā kām hai ānā aur āpkā kām hai vijay prāpt karnā . 145Jab vighna apnā kārya achchhī tarah sē kar rahē haĩ tō āp master sarvaśaktimānaapanē vijay K|kē kārya mē̃ sadā saphal rahō . 146Sadā yah yād rakhō ki ham vighna-vināśhak ātmāyē̃ haĩ .

40To donate means to co­operate, because nowadays, instead of listening, Brahmin souls wish to see the practical proof.

147Vighna-vināśhak kā jō yādgār hai uskā practical mē̃ anubhav kar rahē hō nā . 148Achchhā . 149Group . nã . 2 150Achal sthiti banānē kē liē master sarvaśaktimānakā title smr̥iti mē̃ rakhō

41Whenever you give anyone guidance to imbibe power within himself or to imbibe virtues, then some have the thought within their heart and some even say: Who has become such an embodiment of virtues?

151Svayã kō sadā sarv khazānō̃ sē bharpūr arthāt sampann ātmā anubhav kartē hō  ? 152Kyōṅki jō sampann hōtā hai tō sampannatā key|kī niśhānī hai ki vō achal hōgā , halchal mē̃ nahī̃ āyēgā . 153Jitnā khālī hōtā hai utnī halchal hōtī hai . 154Tō kisī bhī prakār key|kī halchal , chāhē saṅkalp dvārā , chāhē vāṇī dvārā , chāhē sambandh-sampark dvārā , kisī bhī prakār key|kī halchal agar hōtī hai tō siddha hai ki khazānēsē sampann nahī̃ haĩ .

42They wish to see the practical proof, but they don't wish to hear anything.

155Saṅkalp mē̃ bhī , svapn mē̃ bhī achal .

43You say to one another: Who has become this?

156Kyōṅki jitnā-jitnā master sarvaśaktimānasvarūp key|kī smr̥iti emerge hōgī utnā yē halchal merge hōtī jāyēgī . 157Tō master sarvaśaktimānakī smr̥iti pratyakṣha rūp mē̃ emerge hō . 158Jaisē śharīr kā occupation emerge rahtā hai , merge nahī̃ hōtā , aisē yah brāhmaṇ jīvan kā occupation emerge rūp mē̃ rahē . 159Tō yah check karō-imarja rahtā hai yā merge rahtā hai  ?

44We have seen everyone!

160Emerge rahtā hai tō uskī niśhānī hai-har karma mē̃ vah naśhā hōgā aur dūsrō̃ kō bhī anubhav hōgā ki yah śhaktiśhālī ātmā hai . 161Tō kahā jātā hai halchal sē parē achal . 162Achalghar āpkā yādgār hai . 163Tō apnā occupation sadā yād rakhō ki ham master sarvśhaktimān haĩ - kyōṅki ājkal sarv ātmāyē̃ ati kamzōr haĩ tō kamzōr ātmāō̃ kō śhakti chāhiyē .

45Do you say this?

164Śhakti kaun dēgā  ? 165Jō svayã master sarvśhaktimān hōgā . 166Kisī bhī ātmā sē milē̃gē tō vō kyā apnī bātē̃ sunāyēṅgē  ?

46When something comes up, you say: Well, no one has become this as yet; everything is okay.

167Kamzōrī key|kī bātē̃ sunātē haĩ nā  ?

47However, these are words of carelessness.

168Jō karnā chāhtē haĩ vō kar nahī̃ saktē tō iskā pramāṇ hai ki kamzōr haĩ aur āp jō saṅkalp kartē hō vō karma mē̃ lā saktē hō . 169Tō master sarvaśaktimānakī niśhānī hai ki saṅkalp aur karma dōnō̃ samān hōgā . 170Aisē nahī̃ ki saṅkalp bahut śhrēṣhṭh hō aur karma karnē mē̃ vō śhrēṣhṭh saṅkalp nahī̃ kar sakō , iskō master sarvśhaktimān nahī̃ kahē̃gē . 171Tō check karō ki jō śhrēṣhṭh saṅkalp hōtē haĩ vō karma tak ātē haĩ yā nahī̃ ā saktē  ?

48They are not accurate words.

172Master sarvśhaktimān key|kī niśhānī hai ki jō śhakti jis samay āvaśhyak hō us samay vō śhakti kārya mē̃ āyē . 173Tō aisē hai yā āhvān kartē hō , thōṛā dērī sē ātī hai  ? 174Jab kōī bāt pūrī hō jātī hai , pīchhē smr̥iti mē̃ āyē ki aisā nahī̃ , aisā kartē , tō iskō kahā jātā hai samay par kām mē̃ nahī̃ I|āī|eye . 175Jaisē sthūl karmēndriyā̃ order par chal saktī haĩ nā , hāth kō jab chāhō , jahā̃ chāhō vahā̃ chalā saktē hō , aisē yah sūkṣhma śhaktiyā̃ itnē control mē̃ hō̃ - jis samay jō śhakti chāhō kām mē̃ lagā sakō .

49What is accurate?

176Tō aisī controlling power hai  ? 177Aisē tō nahī̃ sōchtē ki chāhtē tō nahī̃ thē lēkin hō gayā . 178Tō sadā apnī controlling power kō check kartē huē śhaktiśhālī bantē chalō . 179Sab uṛtī kalā vālē hō ki kōī chaṛhtī kalā vālā , kōī uṛtī kalā vālā  ?

50To follow father Brahma.

180Vā kabhī uṛtī , kabhī chaṛhtī , kabhī chaltī kalā hō jātī hai  ? 181Badlī|badalī hōtā hai vā ēkras āgē baṛhtē rahtē hō  ? 182Kōī vighna ātā hai tō kitnē samay mē̃ vijayī bantē hō  ? 183Time lagtā hai  ?

51Father Brahma constantly considered himself to be an instrument example, and he always made this aim into a practical qualification.

184Kyōṅki knowledgeful hō nā . 185Tō vighnō̃ key|kī bhī knowledge hai . 186Knowledge key|kī śhakti sē vighna war|vār nahī̃ karē̃gē lēkin hār khā lē̃gē . 187Isī kō hī master sarvaśaktimānakahā jātā hai .

52Whoever takes on the responsibility is Arjuna, that is, those who make themselves the instruments to be the practical proof are Arjuna, that is, they become number one.

188Tō amr̥itvēlē sē is occupation kō emerge karō aur phir sārā din check karō . 189Group . nã . 3

53If you wish to follow the father, you will not become number one by looking at others.

190Her|har ghaṛī antim ghaṛī samajhtē huē ever ready banō , apnē bhāgya kā gīt sadā gātē rahō 191Sabhī apnē bhāgya kō dēkh sadā harṣitarahatē hō  ? 192Dil mē̃ sadā yē gīt gātē hō ki vāh mērā śhrēṣhṭh bhāgya ki kabhī-kabhī gīt bajtā hai , kabhī band hō jātā hai  ? 193Sadā ēkras gīt bajtā hai yā kabhī slow hō jātā hai , kabhī tēj hō jātā hai  ?

54Instead, you will be numberwise.

194Sadā bhāgya K|kē gīt gātē rahō . 195Kyōṅki yē bhāgya kisnē banāyā  ? 196Bhāgya vidhātā nē bhāgya banāyā . 197Ūñchē tē ūñchē bhagvān nē bhāgya banāyā .

55The sign of a number one soul is that in every elevated task, he will consider himself to be an instrument to be a sample in order to make it simple for others.

198Tō jab svayã ūñchē tē ūñchā hai tō bhāgya bhī ūñchā banāyēgā . 199Tō yah naśhā aur khuśhī rahē ki bhagvān nē śhrēṣhṭh bhāgya banā diyā aur kitnē janmō̃ kā bhāgya banāyā  ?

56To look at another, whether senior, junior or equal to you; even to look at another and think: when that one becomes this, I will become this, then that one has already become number one.

200Janm-janm K|kē liyē bhāgya banāyā . 201Sirph 21 janm nahī̃ lēkin sārē kalp K|kē andar bhāgyavān rahē . 20221 janm pūjya bantē hō aur phir dvāpar sē pujārī āpkī pūjā kartē haĩ . 203Tō vō chaitanya pūjya rājya adhikārī bantē hō aur dvāpar sē jaṛ chitra āpkē pūjē jātē haĩ .

57Then you automatically come in the list of those who are numberwise.

204Tō sārē kalp kā bhāgya hai . 205Ab antim janm mē̃ bhī apnē yādgār dēkh rahē hō nā .

58So one who is constantly a great donor keeps himself busy at every second by donating in any one of the three ways.

206Ēk taraph chaitanya mē̃ āp hō aur dūsrē taraph āpkē hī jaṛ chitra haĩ tō chitra aur chaitanya dōnō̃ sāmnē haĩ . 207Chitra kō dēkhkarkē bhī khuśhī hōtī hai nā tō aisē pūjya bāp dvārā banē haĩ . 208Sārē kalp mē̃ kōī apnā chaitanya rūp mē̃ jaṛ chitra dēkhē , yah nahī̃ hōtā . 209Agar dēkhtē bhī hōṅgē tō bhinn janm hōnē K|kē kāraṇ jāntē nahī̃ haĩ .

59He is constantly engaged in service according to the time.

210Lēkin āp jāntē hō ki yē hamārē hī jaṛ chitra haĩ . 211Mātāyē̃ jāntī hō  ? 212Āp sabkī pūjā hōtī hai  ? 213Tō chitra aur chaitanya yahī viśhēṣhtā hai .

60He does not have any time to listen to or see anything wasteful.

214Kal kyā thē , āj kyā haĩ aur kal kyā hōṅgē-tīnō̃ hī kāl sāmnē haĩ . 215Mātāyē̃ sadā khuśh rahtī hō ki kabhī-kabhī rahtī hō  ? 216Brāhmaṇ jīvan arthāt sadā khuśh jīvan . 217Brāhmaṇ banē kisaliyē  ?

61So have you become such great donors?

218Kabhī-kabhī khuśh rahnē K|kē liyē  ? 219Sadā khuśh rahnē K|kē liyē . 220Tō kabhī-kabhī khuśh nahī̃ rahnā , sadā khuśh rahnā . 221Bāp nē avināśīkhazānā diyā hai , kabhī-kabhī kā nahī̃ diyā hai .

62Now underline this.

222Kabhī bāp nē kahā hai kyā ki kabhī-kabhī khuśh rahnā , kabhī duḥkh āyē tō kōī harjā nahī̃ . 223Sadā khuśhī bhav , sadā śhānt bhav . 224Kabhī-kabhī kā vardān nahī̃ hōtā hai . 225Tō kyā karnā hai - sadā rahnā hai nā yā kabhī-kabhī bhī ṭhīk hai , chalēgā  ?

63Have you become constant?

226‘ kabhī-kabhī ’ śhabda samāpt kar dō . 227Kabhī-kabhī nahī̃ , abhī-abhī . 228Her|har ghaṛī kahō abhī khuśh haĩ . 229Āpkā slōgan bhī kyā hai  ?

64If, whilst being a bestower, there is a break again and again, then that which is broken cannot be called complete.

230Abhī kā slōgan hai yā kabhī kā hai  ? 231Abhī kā hai nā . 232Tō jis ghaṛī kōī dēkhē , kōī milē tō abhī-abhī khuśhnasīb haĩ aisē anubhav karē .

65So, at the present time, there is the need to become a bestower of virtues by performing special karma.

233Kabhī-kabhī khuśh rahnē vālē kyā kahalāyēṅgē  ? 234Sūryavanśhī yā chandravanśhī  ? 235Tō sūryavanśhī hō yā chandravanśhī hō  ? 236Sūryavanśhī hō pakkā yā yahā̃ kahtē hō sūryavanśhī , vahā̃ chandravanśhī ban jāyēṅgē  ?

66Each of you should have the thought that you constantly have to perform the special task of being the embodiment of virtues, and make others the embodiment also.

237Sadā sūryavanśhī hō nā . 238Bhagvān K|kē bankar phir bhī chandravanśhī banē tō kyā kiyā  ? 239Gāyan hai nā ki jab bhagvān nē bhāgya bāṇṭā tō sōyē huē thē kyā  ? 240Agar ādhā lētē haĩ tō ādhā samay sōyē huē thē tabhī nahī̃ liyā .

67So, each one of you should consider yourself to be a number one instrument to use this method to finish the weaknesses of the self and of others and to continue to move forward.

241Tō pūrā bhāgya lēnē vālē hō , ādhā nahī̃ . 242Tō double vidēśhī kaun hō  ? 243Sūryavanśhī . 244Ēk bhī chandravanśhī nahī̃ .

68You have a lot of knowledge, but now let the virtues emerge.

245Pakkā sōch liyā hai , aisē hī tō nahī̃ kah rahē hō  ? 246Phalak sē kahō ki ham nahī̃ banē̃gē tō kaun banē̃gē  ? 247Aur kōī hai kyā  ? 248Āp hī hō nā .

69Be an example to become complete with all virtues and to make others this also.

249Tō yah naśhā rakhō ki ham hī thē , ham hī haĩ aur ham hī banē̃gē . 250Tīnō̃ kāl K|kē liyē niśhchay hai . 251Tō sabsē tīvr puruṣārthīkaun hai  ? 252Tīvr puruṣārthīhō yā kabhī ḍhīlā kabhī tīvr  ?

70Achcha.

253Sadā tīvr .

254Kyōṅki her|har ghaṛī antim ghaṛī hai agar sādhāraṇ puruṣārthīhaĩ aur antim ghaṛī ā jāyē tō dhōkhā hō jāyēgā nā . 255Isliyē her|har ghaṛī antim ghaṛī samajhtē huē ever ready rahō . 256Ever ready arthāt tīvrapuruṣārthī . 257Aisē nahī̃ sōchō ki abhī tō vināśh hōnē mē̃ kuchh tō time lagēgā hī phir taiyār hō jāyēṅgē .

71To the constant, yogi souls; to the souls who are constantly the embodiment of all virtues; to the special souls who are great donors and co­operative souls at every second and in every thought; to those who become a sample in being elevated and who are a simple example to inspire others; to those who consider themselves to be a number one instrument and who give the practical proof; to the souls who are similar to the father, love, remembrances and namaste from BapDada.

258Antim ghaṛī kō nahī̃ dēkhō . 259Lēkin apnī antim ghaṛī kā kōī bharōsā nahī̃ hai isliyē ever ready . 260Tō double vidēśhī ever ready haĩ  ? 261Karnā hī kyā hai  ?

72Dadi Janki arrived in Madhuban after her tour of Australia, Singapore and Malaysia etc.

262Kōī kām rah gayā hai kyā  ? 263 ( myuziyamabanānā hai ) museum banānā hōgā tō kōī bhī banā dēgā . 264Āp tō ever ready hō nā ki museum kē bād ever ready hōṅgē . 265Apnī sthiti sadā uparām .

73Everyone's remembrance has reached here.

266Ab bhī jō hōgā vō achchhā . 267Aisē ready hō yā sōchnā paṛēgā ki yah kar lē̃ , yah kar lē̃ . 268Nahī̃ . 269Sadā nirmōhī aur nirvikalp , nir-vyartha .

74The children from all four directions are constantly in front of the Father.

270Vyarth bhī nahī̃ . 271Iskō kahā jātā hai ever ready . 272Mātāyē̃ ever ready haĩ yā thōṛā-thōṛā mōh hai  ? 273Pōtrē dhautrē mē̃ mōh hai  ?

75The practical proof of this is that whenever you remember the Father, you experience Him to be close to you and with you.

274Yah karnā hai , yah sambhālnā hai  ? 275Pāṇḍavō̃ kā mōh hai  ? 276Jēb kharcha mē̃ mōh hai  ? 277Kamānā hai , khānā hai , khilānā hai - yah nahī̃ sōchtē hō  ?

76You say "Baba" with your heart and the Comforter of Hearts becomes present in front of you.

278Nyārē hō gayē hō yā thōṛā-thōṛā mōh hai  ? 279Naṣhṭōmōhā arthāt sarv sē nyārē aur bāp K|kē pyārē . 280Tō sadā kyā yād rakhē̃gē  ? 281Ham ūñchē tē ūñchē bhāgyavān haĩ .

77This is why it is said that the Lord is present in front of you.

282Sadā apnē bhāgya kā sitārā chamaktā huā dikhāī dē . 283Achchhā  !

78He is ever­present in front of you.

284Group . nã . 4 285Rājr̥iṣhi arthāt svarājya K|kē sāth-sāth bēhad K|kē vairāgī banō 286Apnē kō rājr̥iṣhi samajhtē hō  ? 287Rāj bhī aur r̥iṣhi bhī .

79Wherever you are, whoever you are with, He becomes present in front of everyone.

288Svarājya milā tō rājā bhī hō aur sāth-sāth purānī duniyā kā gyān milā tō purānī duniyā sē bēhad K|kē vairāgī bhī hō isliyē r̥iṣhi bhī hō . 289Ēk taraph rājya , dūsrē taraph r̥iṣhi arthāt bēhad K|kē vairāgī . 290Tō dōnō̃ hī hō  ? 291Bēhad kā vairāgya hai yā thōṛā-thōṛā lagāv hai .

80This is why the Lord is ever­present in front of you.

292Agar kahā̃ bhī , chāhē apnē mē̃ , chāhē vyakti mē̃ , chāhē vastu mē̃ kahā̃ bhī lagāv hai tō rājr̥iṣhi nahī̃ . 293Na rājā hai , na r̥iṣhi hai . 294Kyōṅki svarājya hai tō man-buddhi-sanskār sab apnē vaśh mē̃ hai . 295Lagāv hō nahī̃ saktā .

81People cannot understand this system of love.

296Agar kahā̃ bhī saṅkalp mātra thōṛā bhī lagāv hai , tō rājr̥iṣhi nahī̃ kahē̃gē . 297Agar lagāv hai tō dō nāv mē̃ pāṅw huā nā . 298Thōṛā purānī duniyā mē̃ , thōṛā naī duniyā mē̃ . 299Isliē ēk bāp , dūsrā na kōī .

82Only Brahmin souls know this.

300Kyōṅki dō nāv mē̃ pāṅw rakhnē vālē kyā hōtē haĩ  ? 301Na yahā̃ K|kē , na vahā̃ K|kē . 302Isliyē rājr̥iṣhi rājā banō aur bēhad K|kē vairāgī bhī banō .

83Those who are experienced know of this experience.

30363 janm anubhav karkē dēkh liyā nā  ? 304Tō anubhavī hō gayē phir lagāv kaisā  ? 305Anubhavī kabhī dhōkhā nahī̃ khātē haĩ .

84All of you special souls are combined anyway, are you not?

306Sunnē vālā , sunānē vālā dhōkhā khā saktā hai . 307Lēkin anubhavī kabhī dhōkhā nahī̃ khātā . 308Tō duḥkh kā anubhav achchhī tarah sē kar liyā hai nā phir ab dhōkhā nahī̃ khāō . 309Yah purānī duniyā kā lagāv sōnī hiraṇ K|kē samān hai .

85You cannot be separated.

310Yah śhōk vāṭikā mē̃ lē jātā hai . 311Tō kyā karnā hai  ? 312Thōṛā-thōṛā lagāv rakhnā hai  ? 313Achchhā nahī̃ lagtā lēkin chhōṛnā muśhkil hai  !

86People say: Wherever I look, I only see you.

314Kharāb cīzakō chhōṛnā aur acchīcīz kō lēnā muśhkil hōtā hai kyā  ? 315Agar kōī sōchtā hai ki chhōṛnā hai , tō muśhkil lagtā hai . 316Lēnā hai tō sahaj lagtā hai .

87Whereas, you say: Whatever I do, wherever I go, the Father is with me.

317Tō pahlē lētē hō , pahlē chhōṛtē nahī̃ hō . 318Lēnē kē āgē yah dēnā tō kuchh bhī nahī̃ hai . 319Tō kyā-kyā milā hai vah lambī list sāmnē rakhō . 320Sunāyā hai nā ki gīt gātē rahō-pānā thā vō pā liyā , kām kyā bākī rahā  ?

88That is, wherever I go, You are there.

321Tō yah gīt gānā ātā hai  ? 322Mukh kā nahī̃ , man kā . 323Mukh kā gīt tō thōṛā time chalēgā . 324Man kā gīt tō sadā chalēgā .

89Just as your task is with you, so too, the one who inspires you to perform the task is also constantly with you.

325Avināśhī gīt chaltā hī rahtā hai . 326Automatic hai . 327Achchhā , yē variety group hai .

90This is why He is remembered as Karankaravanhar.

328Variety phūlō̃ kā bagīchā achchhā lagtā hai nā . 329Kōī kahā̃ K|kē , kōī kahā̃ K|kē lēkin haĩ ēk mālī K|kē . 330Ēk K|kē haĩ aur ēk haĩ . 331Yē tō sēvā K|kē arth|earth bhinn-bhinn sthānō̃ par gayē huē haĩ .

91So you are combined, are you not?

332Nahī̃ tō viśhva key|kī sēvā kaisē hōgī . 333Achchhā  ! 334Group . nã . 5

92The one who does and the One who inspires.

335Sadā ēkras sthiti K|kē āsan par sthit rahnē vālē hī tapasvī haĩ 336Sabhī apnē kō tapasvī ātmāyē̃ anubhav kartē hō  ? 337Tapasvī arthāt sadā apnī tapasyā mē̃ rahnē vālē . 338Tō tapasyā kyā hai  ?

93So what is the stage of all of you?

339Ēk bāp dūsrā na kōī . 340Aisē tapasvī hō yā dūsrā-tīsrā bhī kōī hai  ? 341Tapasvī sadā āsandhārī hōtē haĩ , kōī na kōī āsan par tapasyā kartē haĩ . 342Tō āpkā āsan kaunsā hai  ?

94It is combined, is it not?

343Sthiti āpkā āsan hai . 344Jaisē ēkras sthiti yah āsan hō gayā . 345Phariśhtā sthiti yah āsan hō gayā .

95The One who inspires is always with the one who does.

346Tō āsan par sthit hōtē haĩ nā , baiṭhtē haĩ arthāt sthit hō jātē haĩ . 347Tō in śhrēṣhṭh sthitiyō̃ mē̃ sthit hō jātē hō , ṭik jātē hō isī kō āsan kahā jātā hai . 348Sthūl āsan par sthūl śharīr baiṭhtā hai lēkin yah śhrēṣhṭh sthitiyō̃ K|kē āsan par man-buddhi kō biṭhānā hai . 349Man-buddhi dvārā in sthitiyō̃ mē̃ sthit hō jātē hō arthāt baiṭh jātē hō - aisē tapasvī hō  ?

96The One who inspires is not separated from you.

350Tō achchhā āsan milā hai nā . 351Yahā̃ hai āsan phir bhaviṣhya mē̃ milēgā siṃhāsan . 352Tō jitnā jō āsan par sthit rahtā vō utnā hī sĩhāsanapar bhī sthit rah saktā hai . 353Jitnā samay chāhō , jab chāhō , tab āsan rūpī sthiti mē̃ sthit hōtē hō nā .

97This is known as the combined stage.

354Hōtē hō yā halchal hōtī hai  ? 355Kyā hōtā hai  ? 356Jaisē dēkhō śharīr āsan par nahī̃ ṭik saktā tō halchal karēgā nā . 357Aisē man halchal tō nahī̃ kartā  ?

98All of you are playing your very good parts of being the samples in front of other souls and making it simple for them.

358Achal hai yā halchal bhī hai ki dōnō̃ hai  ? 359Sadā achal aḍōl . 360Jarā bhī halchal nahī̃ hō .

99It feels like that, does it not?

361Agar kabhī halchal aur kabhī achal hai tō sĩhāsanabhī kabhī milēgā , kabhī nahī̃ milēgā . 362Tō sadā kā rājya bhāgya lēnā hai yā kabhī-kabhī kā aur sthit sadā hōnā hai yā kabhī-kabhī  ? 363Kitnā bhī kōī hilāvē lēkin āp achal rahō . 364Paristhiti śhrēṣhṭh hai yā svasthitiśrēṣṭa hai  ?

100To make that which is difficult easy is to follow the father.

365Kabhī paristhiti war|vār kar lētī hai  ? 366Tō sōchō ki yē paristhiti powerful yā svasthiti powerful  ? 367Tō is sthiti sē kamzōr sē śhaktiśhālī ban jāyēṅgē . 368Āp tapasvī ātmāō̃ key|kī sthiti kā yādgār ājkal K|kē tapasviyō̃ nē copy kī hai lēkin ulṭī kī hai .

101It is like this, is it not?

369Āp tapasvī ēkras sthiti mē̃ ēkāgr hōtē hō aur ājkal K|kē kyā kartē haĩ  ? 370Ēk ṭāṅg par khaṛē hō jātē haĩ . 371Tō kahā̃ ēkras sthiti aur kahā̃ ēk ṭāṅg par sthit rahnā , phark hō gayā nā . 372Āpkā kitnā sahaj hai  !

102You played a good part, did you not?

373Aur unhō̃ kā kitnā muśhkil hai  ! 374Tō sahajyōgī hō nā . 375Ēk kō yād karnā sahaj hai vā anēkō̃ kō yād karnā sahaj hai  ? 376Tō dvāpar sē kyā kiyā  ?

103Wherever you are, special actors cannot stay without playing a special part.

377Anēkō̃ kō yād kiyā aur abhī kyā kartē hō  ? 378Ēk kō yād kartē hō nā . 379Ēk kō yād karnā sahaj hai yā muśhkil hai  ? 380Māyā ātī hai  ?

104This is fixed in the drama.

381Āyēgī tō ant tak lēkin māyā kā kām hai ānā aur āpkā kām hai vijay prāpt karnā . 382Māyā āyē tabhī tō māyājīt banē̃gē nā . 383Tō māyā kā ānā burī bāt nahī̃ hai lēkin hār khānākamazōrī hai . 384Tō māyājīt hō nā  ?

105Achcha.

385Sadā yē yād rakhō ki anēk bār K|kē vijayī haĩ aur sadā vijayī rahē̃gē . 386Achchhā  ! 387Group . nã . 6 388Sadā isī svamān mē̃ rahō ki maĩ viśhva kalyāṇkārī ātmā hū̃ , kalyāṇ karnā mērā kartavya hai

106It is very good to tour around.

389Is samay arthāt saṅgamyug kō kalyāṇkārī yug kahā jātā hai . 390Yah kalyāṇkārī yug hai aur kalyāṇkārī āp ātmāyē̃ hō . 391Tō sadā yē apnā svamān yād rahtā hai ki maĩ kalyāṇkārī ātmā hū̃  ? 392Saṅgamyug par viśhēṣh kartavya hī hai kalyāṇ karnā .

107You toured around and then came back to your sweet home.

393Pahlē sva kā kalyāṇ aur sāth-sāth sarv kā kalyāṇ . 394Tō aisē kalyāṇ karnē key|kī śhakti apnē mē̃ anubhav kartē hō  ? 395Kisī K|kē vāyumaṇḍal kā prabhāv tō nahī̃ paṛtā hai  ?

108A tour for service is a special tour of giving special zeal and enthusiasm to other souls.

396Duniyā kā vāyumaṇḍal hai akalyāṇ kā aur āpkā vāyumaṇḍal hai kalyāṇ karnē kā . 397Tō akalyāṇ kā vāyumaṇḍal śhaktiśhālī yā kalyāṇ kā vāyumaṇḍal śhaktiśhālī  ? 398Tō āpkē ūpar aurō̃ kā vāyumaṇḍal prabhāv nahī̃ kar saktā . 399Vō kamzōr hai aur āp śhaktiśhālī hō .

109Everything is all right, is it not?

400Tō śaktiśālīkamazōr kē ūpar jīt prāpt kartā hai , kamzōr śhaktiśhālī kē ūpar jīt nahī̃ prāpt kartā . 401Kaisā bhī tamōguṇī vāyumaṇḍal hō lēkin āp sarvśhaktimān bāp K|kē sāthī hō . 402Jahā̃ bhagvān hai vahā̃ vijay hai . 403Tō vāyumaṇḍal kō badalnē vālē hō .

110Everything is good.

404Challenge kī hai nā ki ham viśhva parivartak haĩ . 405Tō kalyāṇkārī yug hai , kalyāṇkārī āp ātmāyē̃ hō aur kalyāṇkārī bāp hai . 406Tō kitnī śhakti hō gaī . 407Samay key|kī bhī śhakti , svayã key|kī bhī śhakti aur bāp key|kī bhī śhakti .

111The destiny of the drama definitely pulls you.

408Tō yah yād rakhō-duniyā K|kē liyē akalyāṇ kā samay hai , āpkē liyē kalyāṇ kā samay hai . 409Duniyā vālō̃ kō sirph vināśh dikhāī dētā hai aur āpkō vināśh kē sāth sthāpanā sāmnē hai . 410Tō sadā dil mē̃ yah śhrēṣhṭh saṅkalp emerge karō ki sthāpanā huī ki huī . 411Apnā bhaviṣhya spaṣhṭ hai nā .

112Even if you wish to stay here, if it is not in the drama, what can you do?

412Jaisē vartamān spaṣhṭ hai aisē hī bhaviṣhya bhī spaṣhṭ hai . 413Śhaktiyō̃ kō tō naśhā hōnā chāhiyē ki saṅgamyug viśhēṣh śhaktiyō̃ kā yug hai . 414Saṅgam par hī bāp śhaktiyō̃ kō āgē kartē haĩ . 415Pāṇḍavō̃ kō bhī khuśhī hōtī hai nā ki śhaktiyā̃ āgē haĩ tō ham āgē haĩ hī .

113Even if you think about it, you still have to go.

416Sadā man mē̃ yahī śhubh bhāvnā rahtī hai ki sarv kā kalyāṇ hō . 417Manuṣhyātmāyē̃ tō kyā prakr̥iti kā bhī kalyāṇ karnē vālē . 418Isliyē prakr̥itijīt , māyājīt kahlātē hō . 419Kyōṅki purūṣh hō nā , ātmā purūṣh hai tō ātmā purūṣh prakr̥itijīt bantī hai .

114The destiny is the destiny of service and it enables its own tasks to be carried out.

420Prakr̥iti bhī sukhdāyī ban jātī hai . 421Is samay dēkhō prakr̥iti kitnā duḥkh dētī hai . 422Thōṛā sā bhī tūphān āyā , thōṛā sā dharnī halchal mē̃ I|āī|eye kitnō̃ kō duḥkh miltā hai . 423Tō āpkē liyē sukhdāyī prakr̥iti hai aur lōgō̃ K|kē liyē duḥkhadāyī .

115The system is of coming and going.

424Kōī bhī duḥkh key|kī ghaṭnā dēkhtē hō , suntē hō tō duḥkh key|kī lahar ātī hai  ? 425Kabhī pōtrā , dhōtrā duḥkhī hōtā hō tō duḥkh key|kī lahar ātī hai  ? 426Duḥkhdhām sē nyārē hō gayē . 427Saṅgam par hō yā kaliyug mē̃ hō  ?

116Achcha.

428Tō duḥkhdhām sē kinārā kar liyā yā ki thōṛā-thōṛā duḥkhdhām sē lagāv hai  ? 429Bilkul nyārē hō gayē  ? 430Yā hō rahē hō  ? 431Tō sadā samay aur svayã kō yād rakhō .

117The gathering is good.

432Svayã bhī kalyāṇkārī aur samay bhī kalyāṇkārī . 433Tō is smr̥iti sē sadā hī māyājīt aur prakr̥itijīt rahē̃gē . 434Jarā bhī halchal nahī̃ hō . 435Tō achal bhī hō , aḍōl bhī hō , aṭal bhī hō .

118Please note: Baba has used the word 'akhand' which implies without end, without break, and continually, but to make it fit with the context the word constant (ly) has been used.

436Kōī is niśhchay sē ṭāl nahī̃ saktā . 437Achchhā . 438Sabhī uṛtī kalā vālē hō nā  ? 439Uṛtē chalō aur uṛātē chalō .

119* * * O MS H A N T I * * *