गुरुवार 16 नवंबर 1995 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0>
116-11-95 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban 2 bāpdādā key|kī chāhnā - diamond jubilee varṣh kō lagāv mukt varṣh K|kē rūp mē̃ manāō 3Āj bāpdādā sadā dil sē bāp kī yād mē̃ rahnē vālē apnē snēhī , sahyōgī bachchō̃ sē milnē āyē haĩ . 4Jitnā bachchō̃ kā snēh hai utnā bāp kā bhī snēh bachchō̃ sē hai .
0> > 16-11-1995 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
5Bāp sabhī bachchō̃ kō ēk jaisā ati snēh dētē haĩ . 6Lēkin bachchē apnē-apnē śhakti anusār snēh kō dhāraṇ kartē haĩ . 7Isīliē bāp kō bhī kahnā paṛtā hai number-vār yād-pyār .
1Today, BapDada has come to meet his loving and co-operative children, who constantly have the remembrance of the Father in their hearts.
8Lēkin bāp sabhī bachchō̃ kō number one dil kā pyār amr̥itvēlē sē lēkar dētē haĩ . 9Isliē amr̥itvēlā viśhēṣh bachchō̃ kē liē hī rakhā huā hai .
2The Father has as much love in His heart for the children, as the children have in theirs.
10Kyōṅki amr̥itvēlā sārē din kā ādi samay hai . 11Tō jō bachchē ādi samay par bāp kā snēh dil mē̃ dhāraṇ kar lētē haĩ tō dil mē̃ paramātma snēh samāyā huā hōnē K|kē kāraṇ aur kōī snēh ākarṣhit nahī̃ kartā hai . 12Agar apnē sthiti anusār pūrā dil bhar karkē dil mē̃ snēh nahī̃ dhāraṇ kartē , thōṛā bhī khālī hai , adhūrā liyā hai tō dil mē̃ jagah hōnē K|kē kāraṇ māyā bhinn-bhinn rūp sē anēk snēh , chāhē vyakti , chāhē vaibhav-dōnō̃ rūp mē̃ un snēhō̃ mē̃ ākarṣhit kar lētī hai . 13Kaī bachchē bāpdādā sē kahtē haĩ ki hamārē pās|pass abhī tak bhī māyā kyō̃ ātī hai ?
3He gives love equally to everyone - from amrit vela onwards, he gives the children number one love.
14Jab master sarvśhaktimān ban gayē tō māyā K|kē ānē kā question hī nahī̃ hai . 15Lēkin kāraṇ hai ki ādi kāl amr̥itvēlē apnē dil mē̃ paramātma snēh sampūrṇ rūp sē dhāraṇ nahī̃ kartē . 16Agar kōī bhī chīz adhūrī bharī huī hai , kahā̃ bhī khālī hai tō halchal tō hōgī nā ! 17Baiṭhtē bhī hō , uṭhtē bhī hō , lakṣhya bhī hai aur kahtē bhī hō ki ēk bāp , dūsrā na kōī … yah dil sē kahtē hō yā mukh sē ?
4However, children imbibe love according to their own capacities.
18Tō phir dil mē̃ aur ākarṣhaṇ kā kāraṇ kyā hai ? 19Zarur kahā̃ aur vyakti yā vaibhav key|kī taraph snēh jātā hai tab vō ākarṣhit kartī hai .
5Those children who imbibe the love of the Father in their hearts, from amrit vela onwards, are not attracted by any other love, because their hearts are full of Godly love.
20Dil mē̃ sampūrṇ paramātma pyār pūrā bharā huā nahī̃ hōtā hai . 21Āp sōcō-agar ēk hāth mē̃ āpkō kōī hīrā dēvē aur dūsrē hāth mē̃ miṭṭī kā gōlā dēvē tō āpkī ākarṣhaṇ kahā̃ jāyēgī ? 22Hīrē mē̃ jāyēgī , miṭṭī mē̃ nahī̃ !
6Those who do not fill their heart completely with love, but leave it even a little empty, are still attracted by the many forms of love for Maya, either in the form of other people, or in the form of material comforts.
23Miṭṭī sē bhī khēlnā tō achchhā hōtā hai nā ! 24Tō vyarth saṅkalp yē bhī kyā hai ? 25Hīrā hai yā miṭṭī hai ?
7If someone gives you a diamond in one hand, and a ball of clay in the other hand, which one would you be attracted to?
26Tō miṭṭī sē khēltē tō hō nā ! 27Ādat paṛī huī hai isīliē !
8You would be attracted to the diamond, not the clay.
28Vyakti bhī kyā hai ? 29Miṭṭī hai nā !
9Yet it is good to play with clay, isn’t it?
30Miṭṭī-miṭṭī mē̃ mil jātī hai . 31Dēkhnē mē̃ āpkō bahut sundar ātā hai , chāhē sūrat sē , chāhē kōī viśhēṣhtā sē , chāhē kōī guṇ sē , tō kahtē haĩ ki aur mujhē kōī lagāv nahī̃ hai , snēh nahī̃ hai lēkin inkā yē guṇ bahut achchhā hai . 32Tō guṇ kā prabhāv thōṛā paṛ jātā hai yā kahtē haĩ ki ismē̃ sēvā key|kī viśhēṣhtā bahut hai tō sēvā key|kī viśhēṣhtā K|kē kāraṇ thōṛā sā snēh hai , śhabda nahī̃ kahē̃gē lēkin agar viśhēṣh kisī bhī vyakti K|kē taraph yā vaibhav K|kē taraph bār-bār saṅkalp bhī jātā hai-yē hōtā tō bahut achchhā … yē bhī ākarṣhaṇ hai . 33Vyakti K|kē sēvā key|kī viśhēṣhtā kā dātā kaun ?
10So are waste thought diamonds or clay?
34Vō vyakti yā bāp dētā hai ? 35Kaun dētā hai ?
11You play with clay, because you developed the habit.
36Tō vyakti bahut achchhā hai , achchhā hai vō ṭhīk hai lēkin jab kōī bhī viśhēṣhtā kō dēkhtē haĩ , guṇō̃ kō dēkhtē haĩ , sēvā kō dēkhtē haĩ tō dātā kō nahī̃ bhūlō . 37Vah vyakti bhī lēvtā hai , dātā nahī̃ hai . 38Binā bāp kā banē us vyakti mē̃ yē sēvā kā guṇ yā viśhēṣhtā ā saktī hai ? 39Yā vah viśhēṣhtā agyān sē hī lē ātā hai ?
12Other bodily beings are also of clay, are they not?
40Īśhvarīy sēvā key|kī viśhēṣhtā agyān mē̃ nahī̃ hō saktī . 41Agar agyān mē̃ bhī kōī viśhēṣhtā yā guṇ hai bhī lēkin gyān mē̃ ānē kē bād us guṇ vā viśhēṣhtā mē̃ gyān nahī̃ bharā tō vō viśhēṣhtā vā guṇ gyān mārg kē bād itnī sēvā nahī̃ kar saktā . 42Natural guṇ mē̃ bhī gyān bharnā hī paṛēgā . 43Tō gyān bharnē vālā kaun ?
13The clay merges with clay.
44Bāp . 45Tō kiskī dēn huī , dātā kaun ? 46Tō āpkō lēvtā achchhā lagtā hai yā dātā achchhā lagtā hai ? 47Tō lēvtā kē pīchhē kyō̃ bhāgtē hō ?
14They may be beautiful to look at, or have beauty in their specialities or virtues, and so you have a little love for them.
48Bāp kē āgē yā dādiyō̃ kē āgē bahut mīṭhā-mīṭhā bōltē haĩ , kahē̃gē dādī mērā kuchh lagāv nahī̃ , bilkul nahī̃ , sirph sēvā K|kē kāraṇ thōṛā sā hai .
15You may be impressed by someone’s service, but without belonging to the Father, could they have developed that speciality?
49Thōṛā sā kahkar apnē kō chhuṛā lētē haĩ . 50Lēkin yē lagāv chāhē guṇ kā hō , chāhē sēvā kā hō lēkin lagāv āj nahī̃ tō kal kahā̃ lē jāyēgā ?
16On the path of ignorance they cannot do as much service as you can, when your virtue or speciality is filled with knowledge.
51Kōī kō tō lagāv purānī duniyā tak bhī lē jātā hai lēkin majority purānī duniyā tak nahī̃ jātē haĩ , thōṛē jātē haĩ . 52Majority kō lagāv purūṣhārth mē̃ albēlēpan key|kī taraph lē jātā hai . 53Phir sōchtē haĩ ki yē tō thōṛā-bahut hōtā hī hai phir bāp kō bhī samjhānē lagtē haĩ-kahatē haĩ bābā āp tō sākār mē̃ hō nahī̃ , brahmā bābā bhī avyakt hō gayā aur āp tō hō hī bindī , jyōti . 54Abhī ham tō sākār mē̃ haĩ , itnā mōṭā-tājā śharīr hai aur śharīr sē sab karnā hai , chalnā hai , tō ham haĩ sākār aur āp ākār aur nirākār hō , abhī sākār mē̃ kōī tō chāhiē nā !
17You have to fill your natural virtue with knowledge.
55Achchhā bahut nahī̃ , ēk tō chāhiē nā ! 56Ēk bhī nahī̃ chāhiē ?
18So who is this gift from?
57Dēkhnā bāpdādā tō kahtē haĩ ēk chāhiē . 58Nahī̃ chāhiē ?
19Who is the bestower?
59 ( ēk bābā chāhiē ) bāp tō hai hī lēkin kaī bār man mē̃ kaī bātē̃ ā jātī hai aur man bhārī hō jātā hai , jab tak man kō halkā nahī̃ kartē haĩ tō yōg bhī nahī̃ lagtā . 60Phir kyā karē̃ ? 61Bāp kā bhī question hai ki aisē time par kyā karē̃ ? 62Man bhārī hai aur yōg lagtā nahī̃ hai tō kyā karē̃ ?
20The Father.
63Ulṭī nahī̃ karē , andar hī macalatā rahē ? 64Doctors lōg kyā kahtē haĩ ?
21Some children are even pulled to the old world by their attachments.
65Agar pēṭ bhārī hō jāyē tō ulṭī karkē nikālnī chāhiē yā andar hī rakhnī chāhiē ? 66Doctors kyā kahtē haĩ ?
22However, the majority do not get as far as the old world, only a few return there.
67Ulṭī karnī chāhiē nā ? 68Tō doctor bhī kahtē haĩ ulṭī karnī chāhiē . 69Achchhā .
23For the majority of you, attachment takes you towards carelessness in your efforts.
70Yē tō huā tan kā doctor aur āp sabhī man K|kē doctor hō . 71Tō tan vālē nē apnā javāb diyā , abhī man K|kē doctor batāō-agar man mē̃ kōī uljhan hō tō kahā̃ ulṭī karē̃ ? 72Bābā K|kē sāmnē ulṭī karē̃gē ! 73 ( bābā K|kē kamrē mē̃ jākar karē̃ ) kamrē mē̃ ulṭiyā̃ karkē āvē̃ !
24Then you start to justify yourself: “Baba - you do not exist in the corporeal form - we have such huge bodies an you are just a dot - we have to do everything through our bodies - we are corporeal and you are subtle, and so we need someone in the corporeal form.
74Sōchō ! 75Bāp kē āgē ulṭī karē̃gē ? 76Nahī̃ tō kahā̃ karē ?
25O.K. we may not need many people, but we do need one person”.
77Kōī sthān tō batāō nā ?
26Do you need one person?
78Bāpdādā tō bachchō̃ kā taraph lētā hai ki us samay tō kōī chāhiē zarur .
27Those sitting at the back, do you need one person?
79 ( bābā kō sunāyē̃ ) agar bāp suntā hī nahī̃ , tō kyā karē̃ ? 80Kaī bachchō̃ key|kī kamplēṇṭ hai nā ki hamnē tō bābā kō sunāyā , bābā nē sunā hī nahī̃ , javāb hī nahī̃ diyā . 81Phir kyā karē̃ ? 82Vāstav mē̃ agar dil mē̃ paramātma pyār , paramātma śhaktiyā̃ , paramātma gyān full hai , zarā bhī khālī nahī̃ hai tō kabhī bhī kisī bhī taraph lagāv yā snēh jā nahī̃ saktā .
28Do you need anyone?
83Kaī kahtē haĩ lagāv nahī̃ hai lēkin sirph achchhā lagtā hai tō iskō kaun-sī line kahē̃gē ? 84Lagāv nahī̃ hai , achchhā lagtā hai tō yē kyā hai ? 85Itnī chhuṭṭī dē̃ ki achchhā bhalē lagē , lagāv nahī̃ hai , unsē baiṭhnā , unsē bāt karnā , unsē sēvā karānā vō achchhā lagtā hai , tō yē chhuṭṭī dē̃ ? 86Jō samajhtē haĩ thōṛī-thōṛī dēnī chāhiē , abhī sampūrṇ tō banē nahī̃ haĩ , purūṣhārth kar rahē haĩ , thōṛī chhuṭṭī hōnī chāhiē !
29(We only need one Baba).
87Vah hāth uṭhāyē̃ . 88Abhī hāth tō uṭhāyēṅgē nahī̃ , kyōṅki śharm āyēgī nā ! 89Lēkin agar āp samajhtē hō ki thōṛī see|sī|C chhuṭṭī hōnī chāhiē tō dādī kō private chiṭkī likhkar dē dēnā .
30Of course, you have the Father, but many times the corporeal form of something comes up in your mind, and then your mind becomes heavy.
90Aisē nahī̃ kahnā ki dādī pāñch minute bāt karnā hai , ismē̃ tō phir time chāhiē .
31And then, until you lighten your mind, you are not able to have yoga.
91Chiṭkī mē̃ likh dō tō bāpdādā unkā achchhā saṅgaṭhan karē̃gē . 92Aur hī achchhā hō jāyēgā nā !
32What would the doctors say if you are not able to vomit, but you have that sick feeling inside?
93Achchhā , abhī sab nā kar rahē haĩ aur sabhī kā video nikal rahā hai .
33If your stomach becomes heavy, should you vomit and let it all out?
94Yadi nā karkē phir karē̃gē tō vō cassette bhējē̃gē ki āpnē nā kiyā thā phir kyō̃ kiyā ?
34Doctors also say that you should vomit it out.
95Bhējnī paṛēgī yā safe rahē̃gē ? 96Pakkā yā thōṛā-thōṛā kachchā , thōṛā-thōṛā pakkā ! 97Us din bhī sunāyā ki yē season diamond jubilee kā ārambh karnē vālī hai tō is season mē̃ āp lōgō̃ nē tō conference kā , bhāṣhaṇō̃ kā , mēlō̃ kā bahut programme banāyā hai lēkin bāpdādā viśhēṣh is diamond jubilee mē̃ ēk programme banānā chāhtē haĩ , taiyār hō ? 98Bāpdādā chāhtē haĩ ki diamond jubilee mē̃ jis bachchē kō dēkhē̃-cāhē dō varṣh kā hai , chāhē sāṭh varṣh kā hai , chāhē dō mās kā hai , chāhē teacher hai , chāhē student hai , chāhē samarpaṇ hai , chāhē pravr̥itti mē̃ hai lēkin diamond jubilee K|kē varṣh mē̃ , yē jō bāp kē sāth āp sabnē bhī pān kā bīṛā uṭhāyā hai ki pavitratā dvārā ham prakr̥iti kō bhī pāvan karē̃gē .
35Achcha.
99Tō yē saṅkalp hai yā bāp kō karnā hai ?
36All of you are doctors of the mind.
100Bāp K|kē sāthī haĩ ? 101Thōṛā sā hāth aisē rakh dētē haĩ , chaturāī kartē haĩ .
37So tell me, if there is any confusion in the mind, where should one vomit?
102Aisē nahī̃ karnā .
38Would you vomit in front of Baba?
103Tō bāpdādā chāhtē haĩ ki sārē viśhva mē̃ har ēk bachchā lagāv mukt banē - chāhē sādhanō̃ sē , chāhē vyakti sē . 104Sādhanō̃ sē bhī lagāv nahī̃ . 105Use karnā aur chīz hai aur lagāv alag chīz hai . 106Tō bāpdādā lagāv-mukt varṣh manānē chāhtē haĩ .
39Would you vomit in Baba’s room?
107Yē function karnā chāhtē haĩ . 108Tō is function mē̃ āp lōg sāthī banē̃gē ? 109Phir yē tō nahī̃ kahē̃gē ki yah kāraṇ hō gayā ! 110Kōī bhī kāraṇ hō , chāhē himālay kā pahāṛ bhī gir jāyē , lēkin āp us himālay K|kē pahāṛ sē bhī kinārē nikal āō .
40Where would you vomit?
111Itnī himmat hai ? 112Pahlē teachers bōlō .
41And if you are not able to vomit, what then?
113Student khuśh hōtē haĩ ki hamārī teachers kō bāpdādā kahtā hai . 114Aur teachers tō sahyōg kē liē sadā sāthī haĩ hī nā .
42BapDada takes the side of the children and feels that, at that time, you definitely need someone.
115Kyōṅki āgē chalkar ājkal kī duniyā mē̃ yē sabhī jō bhī apnē kō dharm ātmā , mahān ātmā kahlātē haĩ unhō̃ key|kī bhī pavitratā K|kē foundation hilē̃gē . 116Aur aisē time par ādi mē̃ jab brahmā bāp nimitt banē tō gālī kis bāt K|kē kāraṇ khāī ? 117Pavitratā K|kē kāraṇ nā . 118Nahī̃ tō kōī baṛē āyu vālē key|kī bhī himmat nahī̃ thī jō brahmā bāp K|kē past life mē̃ bhī kōī aṅgulī uṭhāē .
43What should you do if the Father does not listen to you?
119Aisī personality thī . 120Lēkin pavitratā K|kē kāraṇ gālī khānī paṛī .
44Many children complain that Baba did not listen to them - so what should you do then?
121Aur is paramātma gyān key|kī navīntā hī pavitratā hai . 122Falak sē kahtē haĩ nā ki āg-kāpūs ikaṭhṭhā rahtē bhī āg nahī̃ lag saktī . 123Challenge hai nā !
45In fact, if your heart is full of Godly love, Godly powers, and Godly knowledge, if there is even a little space, then there cannot be attachment or love for anyone else.
124Jō yugal haĩ vō hāth uṭhāō . 125Tō āp sabhī yugalō̃ key|kī yē challenge hai yā thōṛī-thōṛī āg lagēgī phir bujhā dēgē ? 126World kō challenge hai nā ! 127Sārē viśhva kō āp lōg bhāṣhaṇō̃ mē̃ kahtē hō ki pavitratā K|kē binā yōgī tū ātmā , gyānī tū ātmā ban hī nahī̃ saktē .
46Many say “we do not have attachment, but we do like them”, so what would you call this?
128Yē āp sabkī challenge hai nā ? 129Jō yugal samajhtē haĩ ki mērī yē challenge hai vō hāth uṭhāō .
47Should you be given this much freedom, that you can like them, without having any attachment?
130Achchhā hai - ēk hī group mē̃ sāthī tō bahut haĩ . 131Tō diamond jubilee mē̃ kyā karē̃gē ? 132Lagāv mukt . 133Krōdhmukt kā kiyā nā .
48You can sit with them, talk to them, and enable them to do service - you enjoy all of this, so should you be given this freedom?
134Thōṛā-thōṛā krōdh tō bāpdādā nē bhī kaiyō̃ mē̃ dēkhā , lēkin is bārī thōṛā kā chhōṛ diyā . 135Phir bhī chāhē dēśh , chāhē vidēśh mē̃ jinhōnnē attention rakhā aur sampūrṇ rūp sē krōdh mukt jīvan kā practical mē̃ anubhav kiyā , karkē dikhāyā , un sabkō bāpdādā padmaguṇā sē bhī jyādā mubārak dētē haĩ . 136Kyōṅki is samay chāhē vidēśh vālē , chāhē dēśh vālē , sabkē buddhi rūpī telephone yahā̃ madhuban mē̃ lagē huē haĩ . 137Abhī sabkā connection madhuban mē̃ hai .
49Pandavs, should you be allowed this?
138Tō sabhī nē yah anubhav tō kiyā hī hōgā ki jinhō̃ nē achchhī tarah sē dr̥iṛh saṅkalp kiyā - unhō̃ kō bāpdādā key|kī taraph sē viśhēṣh extra madad bhī milī hai . 139Tō aisē nahī̃ samajhnā ki ēk sāl tō krōdh kō khatm kiyā , abhī tō free haĩ . 140Nahī̃ . 141Agar sampūrṇ lagāv mukt anubhav karē̃gē tō krōdh mukt automatically hō jāyēṅgē .
50Mothers, speak!
142Kyō̃ ? 143Krōdh bhī kyō̃ hōtā hai ?
51Consult your grandchildren.
144Jis bāt kō , jis chīz kō āp chāhtē hō aur vō pūrṇ nahī̃ hōtā hai yā prāpt nahī̃ hōtā hai tō krōdh ātā hai nā ! 145Krōdh kā kāraṇ - āpkē jō saṅkalp haĩ vō chāhē ulṭē hō̃ , chāhē sulṭē hō̃ lēkin pūrṇ nahī̃ hōṅgē - tō krōdh āyēgā . 146Mānō āp chāhtē hō ki conference hōtī hai , function hōtē haĩ tō usmē̃ hamārā bhī part hōnā chāhiē . 147Āḵẖir bhī ham lōgō̃ kō kab chance milēgā ?
52Those sitting at the back - should Baba allow this much freedom?
148Āpkī ichchhā hai aur āp iśhārā bhī kartē haĩ lēkin āpkō chance nahī̃ miltā hai tō us samay chiṛchiṛāpan ātā hai ki nahī̃ ātā hai ? 149Chalō , mahā krōdh nahī̃ bhī karō , lēkin jisnē nā key|kī unkē prati vyarth saṅkalp bhī chalē̃gē nā ? 150Tō vah pavitratā tō nahī̃ huī . 151Offer karnā , vichār dēnā iskē liē chhuṭṭī hai lēkin vichār kē pīchhē us vichār kō ichchhā K|kē rūp mē̃ badlī|badalī nahī̃ karō .
53BapDada can give you this freedom tomorrow.
152Jab saṅkalp ichchhā K|kē rūp mē̃ badaltā hai tab chiṛchiṛāpan bhī ātā hai , mukh sē bhī krōdh hōtā hai vā hāth pāṅw bhī chaltā hai . 153Hāth pāṅw calānā-vah huā mahākrōdh . 154Lēkin nisvārth hōkar vichār dō , svārtha rakhkar nahī̃ ki mainnē kahā tō hōnā hī cāhiē-yē nahī̃ sōchō . 155Offer bhalē karō , yē wrong nahī̃ hai .
54He can give you it today.
156Lēkin kyō̃-kyā mē̃ nahī̃ jāō . 157Nahī̃ tō īrṣhyā , ghr̥iṇā - yē ēk-ēk sāthī ātā hai .
55Those who think they should be allowed this freedom are embarrassed to raise their hands.
158Isliē agar pavitratā kā niyam pakkā kiyā , lagāv mukt hō gayē tō yah bhī lagāv nahī̃ rakhē̃gē ki hōnā hī chāhiē . 159Hōnā hī chāhiē , nahī̃ . 160Offer kiyā ṭhīk , āpkī nisvārth offer jaldī pahũchēgī . 161Svārtha yā īrṣhyā K|kē vaśh offer aur krōdh paidā karēgī .
56So write a note to Dadi privately and tell her.
162Tō teachers kyā karē̃gī ? 163100 percent lagāv mukt . 164Bōlō hā̃ yā nā ? 165Foreigners bōlō , hā̃ jī .
57All of you are saying no - just be careful, everyone’s photo is being taken - you are being recorded on video cassette, saying no.
166Bāpdādā kō tō apnē T . V|we . mē̃ bahut naī-naī bātē̃ dikhāī dētī haĩ . 167Abhī 60 varṣh pūrē hō rahē haĩ tō ab tak jō bātē̃ nahī̃ huī thī vō nayē-nayē khēl bhī bahut dikhāī dētē haĩ . 168Is season mē̃ ēk-ēk karkē varṇan karē̃gē . 169Lēkin yād rakhnā agar kisī kē prati bhī svapn mātra bhī lagāv hō , svārtha hō tō svapn mē̃ bhī samāpt kar dēnā .
58So will you do it again?
170Kaī kahtē haĩ ki ham karma mē̃ nahī̃ ātē lēkin svapn ātē haĩ . 171Lēkin agar kōī vyarth vā vikārī svapn , lagāv kā svapn ātā hai tō avaśhya sōnē K|kē samay āp albēlēpan mē̃ sōyē . 172Kaī kahtē haĩ ki sārē din mē̃ mērā kōī saṅkalp tō chalā hī nahī̃ , kuchh huā hī nahī̃ phir bhī svapn ā gayā . 173Tō check karō-sōnē samay bāpdādā kō sārē din kā pōtāmēl dēkar , khālī buddhi hō karkē nīnd key|kī ?
59Will Baba have to send you the video to remind you?
174Aisē nahī̃ ki thakē huē āyē aur bistar par gayē aur gayē - yē albēlāpan hai . 175Chāhē vikarma nahī̃ kiyā aur saṅkalp bhī nahī̃ kiyā lēkin yē albēlēpan key|kī sazā hai . 176Kyōṅki bāp kā pharmān hai ki sōtē samay sadā apnē buddhi kō clear karō , chāhē achchhā , chāhē burā , sab bāp K|kē havālē karō aur apnē buddhi kō khālī karō . 177Dē diyā bāp kō aur bāp kē sāth sō jāō , akēlē nahī̃ .
60Or will you remain safe?
178Akēlē sōtē hō nā tabhī svapn ātē haĩ . 179Agar bāp kē sāth sōō tō kabhī aisē svapn bhī nahī̃ ā saktē . 180Lēkin pharmān kō nahī̃ māntē hō tō pharmān kē badlē armān miltā hai . 181Subah kō uṭhkar K|kē dil mē̃ armān hōtā hai nā ki mērī pavitratā svapn mē̃ khatm hō gaī .
61Are you sure?
182Yē kitnā armān hai ! 183Kāraṇ hai albēlāpan . 184Tō albēlē nahī̃ banō .
62BapDada wishes every child in the world to become free of attachment to other beings, and to the facilities.
185Jaisē āyā vaisē yahā̃ vahā̃ key|kī bātē̃ kartē-kartē sō jāō , kyōṅki samāchār tō bahut hōtē haĩ aur dilacaśpa samāchār tō vyarth hī hōtē haĩ . 186Kaī kahtē haĩ-aur tō time miltā hī nahī̃ , jab sāth mē̃ ēk kamrē mē̃ jātē haĩ tō lēn-dēn kartē haĩ . 187Lēkin kabhī bhī vyarth bātō̃ kā varṇan kartē-kartē sōnā nahī̃ , yē albēlāpan hai . 188Yē pharmān kō ullaṅghan karnā hai .
63To use the facilities is one thing, but attachment is something else.
189Agar aur time nahī̃ hai aur jarūrī bāt hai tō sōnē vālē kamrē mē̃ nahī̃ , lēkin kamrē kēbāhar dō second mē̃ ēk-dō kō sunāō , sōtē-sōtē nahī̃ sunāō . 190Kaī bachchō̃ key|kī tō ādat hai , bāpdādā tō sabhī kō dēkhtē haĩ nā ki sōtē kaisē haĩ ? 191Ēk second mē̃ bāpdādā sārē viśhva kā chakkar lagātē haĩ , aur T . V|we . sē dēkhtē haĩ ki sō kaisē rahē haĩ , bāt kaisē kar rahē haĩ … sab bāpdādā dēkhtē haĩ . 192Bāpdādā kō tō ēk second lagtā hai , jyādā time nahī̃ lagtā .
64Even if the Himalayas fall, you should have the courage to move away from the side of the Himalayas.
193Har ēk centre , har ēk pravr̥itti vālē sabkā chakkar lagātē haĩ . 194Aisē nahī̃ sirph centre kā , āpkē gharō̃ kā bhī T . V|we . mē̃ ātā hai . 195Tō jab ādi arthāt amr̥itvēlā aur ant arthāt sōnē kā samay achchhā hōgā tō madhya svataḥ hī ṭhīk hōgā . 196Samjhā ?
65So do you have this much courage?
197Aur bātē̃ kartē-kartē kaī tō bārah sāṛhē bārah bhī bajā dētē haĩ . 198Mast hōtē haĩ , unkō time kā patā hī nahī̃ . 199Aur phir amr̥itvēlē uṭhkar baiṭhtē haĩ tō ādhā samay nidrālōk mē̃ aur ādhā samay yōg mē̃ .
66Teachers should speak first - students are happy that BapDada is telling their teachers something - the teachers are companions - you became a teacher to co- operate.
200Kyōṅki jō albēlē hōkar sōyē tō amr̥itvēlā bhī tō albēlā hōgā nā ! 201Aisē nahī̃ samajhnā ki hamkō tō kōī dēkhtā hī nahī̃ hai . 202Bāpdādā dēkhtā hai .
67As you progress in today’s world, the foundation of purity of all those souls who have called themselves religious souls, great souls, will shake a lot.
203Yah nidrā bhī bahut śhānti vā sukh dētī hai , isīliē mix hō jātā hai . 204Agar pūchhē̃gē tō kahēṅgē-nahī̃ , maĩ bahut śhānti kā anubhav kar rahā thā . 205Dēkhō , nīnd kō bhī ārām kahā jātā hai .
68It was the same at the beginning - Brahma Baba was insulted a lot because of purity - otherwise, in his earlier life, nobody, even those of senior age, had the courage to raise a finger to him.
206Agar kōī bīmār bhī hōtā hai tō doctor lōg kahtē haĩ - ārām karō . 207Ārām kyā karō ?
69And then, because of purity, he had to accept the insults.
208Nīnd karō time par . 209Tō nidrā bhī ārām dēnē vālī hai .
70Purity is the newness of this Godly knowledge.
210Frēś tō kartī hai nā . 211Tō nīnd sē frēś hōkar uṭhtē haĩ nā tō kahtē haĩ āj ( yōg mē̃ ) bahut frēś hō gayē .
71Even though cotton wool is living together with fire, it doesn’t catch fire. 72You issue this challenge.
212Achchhā ! 213Sabhī dūr-dūr sē āyē haĩ .
73Those who are couples, raise your hands.
214Jō is group mē̃ pahlī bārī āyē haĩ vō hāth uṭhāō . 215Jō chhōṭē bachchē hōtē haĩ nā vō baṛō̃ sē aur hī pyārē hōtē haĩ .
74Are all of you issuing this challenge, or will there be a small fire, and then you will extinguish it?
216Lēkin jō nayē-nayē āyē hō vō make up karnā .
75You are challenging the world are you not?
217Jō baṛō̃ nē 10 sāl mē̃ kiyā vō āp 10 din mē̃ karnā .
76So what will you do in the diamond jubilee?
218Aur kar saktē hō kyōṅki bāpdādā samajhtē haĩ ki jab nayē nayē ātē haĩ nā tō umaṅg-utsāh bahut hōtā hai aur jitnē purānē hōtē haĩ tō … samajh gayē purānē ! 219Isliē kahnē key|kī jarūrat kyā hai ! 220Sabhī nayē , chāhē kumāriyā̃ haĩ , chāhē kumār haĩ , chāhē pravr̥itti vālē haĩ , pravr̥itti vālō̃ kō tō in sabhī mahātmāō̃ kō charaṇō̃ mē̃ jhukānā hai . 221Sab āpkē guṇ gāyēṅgē ki yē pravr̥itti mē̃ rahtē bhī nirvighna pavitratā K|kē bal sē āgē baṛh rahē haĩ .
77Become free from attachment.
222Ēk din āyēgā jō āp sabkē āgē yē mahātmāyē̃ jhukē̃gē . 223Lēkin apnā vāydā yād rakhanā-lagāv mukt rahnā . 224Achchhā . 225Teachers sē
78You already had a year for becoming free from anger - BapDada saw many who had a little of this - even then, he allowed you to get away with a little of it this time.
226Teachers tō her|har bāt kē nimitt hai . 227Hō nā nimitt-yē bāt pakkī hai nā ! 228Teachers kā arth|earth hī hai nimitt .
79To those who paid attention, BapDada gives even more than multi-millionfold congratulations.
229Tō abhī bhī is varṣh - lagāv mukt bannē mē̃ teachers number one nimitt banē̃ .
80All of you are connected with Madhuban, by the telephone of your intellect.
230Ṭhīk hai ! 231Pakkā ! 232Tālī bajāō . 233Bāpdādā bhī āp teachers kē prati viśhēṣh tālī bajātā hai .
81Those who had the determined thought of being completely free from anger, received special help from BapDada.
234Achchhā . 235Kumāriyā̃ 236Kumāriyā̃ hāth uṭhāō . 237Kumāriyā̃ kyā karē̃gī ?
82Baba congratulates all those who demonstrated, in practice, being completely free from anger.
238Kumāriyō̃ kō apnē jīvan kā svayã , svayã kā mitr ban nirbandhan banānē mē̃ number one jānā chāhiē . 239In kumāriyō̃ key|kī list ikaṭṭhī karō phir dēkhē̃gē ki sachmuch kitnī nirbandhan bantī haĩ ? 240Kumārayā̃ agar samajhtī hō ki ham nirbandhan hōkar sēvā mē̃ nimitt banē̃gī tō hāth uṭhāō . 241Inhō̃ key|kī training rakhē̃gē .
83Now, do not think that you have finished anger for one year, and that now you are free.
242Abhī tō gyān sarōvar mē̃ bhī rakhtē haĩ . 243Tō kumāriyā̃ kyā banē̃gī ?
84When you are completely free from attachment, then you will be automatically free from anger.
244Nirbandhan . 245Na man kā bandhan , na sambandh kā bandhan . 246Double bandhan sē mukt . 247Achchhā .
85The reason for anger is that your thoughts, whether the are right or wrong, are not being fulfilled.
248Kumār 249Kumār hāth uṭhāō . 250Kumār tō bahut haĩ . 251Tō kumār kyā viśhēṣhtā dikhāyēṅgē ?
86You may not have gross anger for anyone, but you get irritated, and you have waste thoughts.
252Kumār aisē apnē kō taiyār karō-cāhē apnē-apnē sthān par hō lēkin jahā̃ bhī hō vahā̃ apnē kō aisā taiyār karō jō āpkā 400-500 kā group banā karkē government K|kē in baṛē lōgō̃ sē milāyē̃ ki dēkhō ki yē itnē youth viśhva key|kī sēvā kē liē yā bhārat key|kī sēvā kē liē destruction kā kām na kar , construction kā kām kar rahē haĩ . 253Tō aisā group banāō . 254Tō kitnē time mē̃ apnē kō taiyār karē̃gē ? 255Kyōṅki government youth kō āgē rakhnā chāhtī hai lēkin unkō aisē youth miltē nahī̃ haĩ aur bāp kē pās tō haĩ nā !
87So that is not purity.
256Tō almighty government is halchal vālī government kē āgē ēk practical misāl dikhā saktī hai .
88You can offer ideas, but do not change those ideas into your own desires.
257Lēkin kachchē nahī̃ hōnē chāhiē . 258Aisā nahī̃ , āp kahō ham tō bahut achchhē chaltē haĩ aur āpkē sāthī jō haĩ vō report karē̃ ki nahī̃ , yē tō aisē hī kahtā hai . 259Aisē nahī̃ .
89When your thoughts become desires, then you become irritated or even show anger through your words, or hand signals - that is the gross form of anger.
260Pavitratā kē liē bigaṛtē haĩ vō bāt alag hai lēkin divyaguṇō̃ key|kī dhārṇā mē̃ āpkā prabhāv ghar vālō̃ kē ūpar paṛnā chāhiē . 261Samjhā ? 262Tō jō samajhtē haĩ ham diamond jubilee tak taiyār hō jāyēṅgē vō hāth uṭhāō . 263Abhī thōṛē kam hō gayē .
90Give your ideas without any selfish motive.
264Achchhā , teachers report dēnā is diamond jubilee K|kē bīch mē̃ , and mē̃ nahī̃ . 265Government kō youth dikhāyē̃ .
91Otherwise, jealousy and hatred and the other companions of selfishness will follow.
266Abhī tō 8 mās haĩ . 267Tō āṭh mās ṭhīk hai . 268Adharakumār-kumāriyā̃ 269Adharakumār-kumāriyā̃ kyā karē̃gē ?
92If you have made the discipline of purity firm, and become free from attachment, then there won’t be any attachment about what happens.
270Vaisē pravr̥itti vālō̃ kō ēk nayā sabūt dēnā chāhiē . 271Jō ghar mē̃ haĩ , āpkī family hai , kiskē chār bachchē hōṅgē , kiskē āṭh hōṅgē , kiskē dō hōṅgē , jō bhī haĩ lēkin her|har pravr̥itti vālē apnē bachchō̃ kō aisē mūlya sikhākar taiyār karē̃ jō bachchō̃ kā aisā dhārṇā vālā group sample hō , jō kôlēj-skūl K|kē paṛhē haĩ , unkē āgē un bachchō̃ kō dikhāyē̃ . 272Pravr̥itti vālō̃ kō apnē bachchō̃ K|kē group kō taiyār karnā chāhiē . 273Jō kisī sē bhī report pūchhē̃ chāhē uskē teachers sē pūchhē̃ , chāhē uskē mōhallē K|kē dōstō̃ sē pūchhē , sab uskī report achchhī dēvē̃ .
93BapDada is able to see many new things on His T.V.
274Aisē nahī̃ - āp kahō bahut achchhē haĩ aur teacher kahē ki yē tō paṛhtē hī nahī̃ haĩ .
94Sixty years are now being completed, and Baba is able to see new games a lot these days.
275Aisē nahī̃ . 276Tō pravr̥itti vālō̃ kō aisē bachchē taiyār karnē chāhiē .
95Baba will tell you of each one this season - he will not tell you all of them together.
277Gyān mē̃ ātē haĩ , achchhē bhī haĩ lēkin unhō̃ kō thōṛā aur attention dilākar aisā group taiyār karō .
96But remember, if you have the slightest attachment or selfish motive about anyone, even in your dreams, then finish it.
278Tō education kā certificate vō bachchē hō jāyēṅgē . 279Nahī̃ tō education vālē kahtē haĩ nā āp certificate nahī̃ dētē hō .
97If you have any wasteful or vicious dream, or a dream of attachment, then you must definitely have been careless before you went to sleep.
280Tō āp kahō certificate dēkhō yē chaitanya hai . 281Āp kāgaj kā certificate dētē hō , ham āpkō chaitanya kā certificate dikhātē haĩ . 282Samjhā ?
98So, check that you went to sleep having given BapDada your chart of the whole day, and having made your intellect free.
283Aisē hī diamond jubilee nahī̃ manānī hai . 284Diamond jubilee mē̃ kuchh navīntā dikhānī hai .
99To come home tired, and immediately go to sleep, is carelessness.
285Jō government key|kī ā̃kh khulē ki yē kyā hai ! 286Kisī kārya mē̃ vō nā kar nahī̃ sakē .
100The Father’s direction is to always make your intellect clear before going to sleep.
287Aur hī offer karē̃ , jaisē yahā̃ jab mahāmaṇḍalēśhvar āyē thē tō unhō̃ nē kyā offer key|kī ?
101Give everything to the Father, whether it was good or bad, and empty your intellect.
288Ki hamārē āśhram brahmākumār aur brahmākumāriyā̃ chalāyē̃ . 289Aisē māṅgnī kī thī nā !
102Just give it to the Father, and go to sleep with the Father, not by yourself.
290Tō sabhī department offer karē̃ ki hamārē department mē̃ āp lōg hī kar saktē haĩ . 291Aisā practical svarūp karnā - yē hai diamond jubilee .
103When you sleep alone, you get dreams, and wake up in the morning with a craving for purity in your heart, because your purity was broken in your dream.
292Lēkin pahlā vāydā yād hai ? 293Kyā bannā hai ?
104When you sleep with the Father, you never get such dreams.
294 ( lagāv mukt ) tabhī yē sabhī hō saktā hai . 295Abhī bhī bachchē kō mārtē rahē̃gē tō bachchā kaisē achchhā hōgā . 296Aur āpas mē̃ kamzōr hōtē rahē̃gē tō mahātmā kaisē charaṇō̃ mē̃ āyēṅgē . 297Jitnā-jitnā pavitratā K|kē pillar kō pakkā karē̃gē utnā-utnā yē pavitratā kā pillar light house kā kām karēgā .
105So do not become careless.
298Achchhā . 299Double vidēśhī 300Double vidēśhiyō̃ mē̃ bāpdādā kō usmē̃ bhī viśhēṣh brahmā bāp kō double pyār hai .
106Do not fall sleep talking of news - interesting news is always wasteful. 107This is disobeying an order.
301Kyō̃ double pyār hai batāō ? 302Samajhtē hō double pyār hai ? 303Kyō̃ double pyār hai ? 304 ( laukik-alaukik double kām kartē haĩ ) achchhā javāb diyā .
108You can talk about it another time, in another room, if it is something essential, but not in your bedroom - do not share this whilst in bed.
305Lēkin aur bhī hai , brahmā bābā kō double vidēśhiyō̃ sē viśhēṣh pyār isliē hai ki brahmā bāp her|har kārya mē̃ quick ēkzāmpal svayã bhī rahē aur bachchō̃ kō bhī banāyā tō double vidēśhī ātē hī course kiyā , thōṛā-sā pakkē huē aur centre khōl dētē haĩ . 306Aisē kartē hō nā ? 307Inhō̃ key|kī tō bahut training hōtī hai , lēkin double vidēśhī sēvā mē̃ quick ēkzāmpal haĩ . 308Tō brahmā bābā kō aisē bachchō̃ kā bahut samay sē āvhān thā ki aisē bachchē nikalē̃ .
109Many children have this habit, and BapDada can see how every child goes to sleep.
309Tō double vidēśhī sēvā mē̃ jyādā time nahī̃ lagātē . 310Jaldī lag jātē haĩ . 311Kitnā bhī busy hōtē huē bhī sēvā kā śhauk achchhā rahtā hai .
110Through his T.V., BapDada tours the world in one second, and sees everything of how you go to sleep, and how you talk.
312Abhī bhī yē museum banānē kē liē āyē haĩ .
111He tours every centre and every household.
313 ( gyān sarōvar mē̃ 5 double vidēśhī bhāī-bahinē̃ museum banā rahē haĩ ) dēkhō double vidēśhiyō̃ key|kī viśhēṣhtā hai tab tō vidēśh sē khās āp lōgō̃ kō bulāyā hai . 314Viśhēṣhtā tō hai nā ! 315Yē pūrā group achchhā hai . 316Dēkhō , viśhēṣh ātmāyē̃ hō gayē nā , viśhēṣh kārya kē liē āpkō bulāyā gayā tō viśhēṣh ātmāyē̃ hō gayē .
112Everything of your home appears on the T.V.
317Vaisē bāpdādā kō tō achchhē lagtē hī hō . 318Śhiv bābā kō bhī achchhē lagtē hō lēkin brāhmaṇ parivār kō bhī achchhē lagtē hō .
113So, BapDada spoke of amrit vela, the beginning of the day, and of the end of the day, the time of going to sleep.
319Āp lōgō̃ kō dēkhtē haĩ nā tō yahā̃ bhārat vālō̃ kō bhī naśhā rahtā hai ki dēkhō hamārā sirph bhārat mē̃ nahī̃ , viśhva mē̃ hai . 320Tō sabhī K|kē sikīladhē hō .
114When the beginning and the end are all right, the middle will automatically be all right.
321Achchhā . 322Museum banānē vālē group kō bāpdādā nē sammukh bulāyā 323Yē bhī ḍrāmānusār viśhēṣh vardātā kā vardān miltā hai . 324Kōī bhī art hai tō art vardān samajhkar kārya mē̃ lagāō .
115If you stay up until after midnight totally absorbed in talking about things, then when you wake up at amrit vela, you spend half the time in the land of sleep and half in yoga.
325Yē bāp kā vardān ḍrāmānusār viśhēṣh nimitt banā hai tō ussē kārya sahaj aur saphal huā hī paṛā hai .
116Those who go to sleep with carelessness will be careless at amrit vela also.
326Aisē hai nā ?
117BapDada is watching you.
327Tō viśhēṣh vardānī ātmāyē̃ haĩ , uskō usī viśhēṣhtā sē kārya mē̃ lagātē rahō . 328Bāp kā vardān hai - yah sadā smr̥iti mē̃ rahē .
118Because sleep gives you a lot of peace, it also gives you a lot of happiness, and so it becomes mixed.
329Tō āpkē sirph hāth kām nahī̃ karē̃gē lēkin bāp key|kī śhakti āpkē hāthō̃ kē sāth kām karēgī . 330Bahut achchhā hai . 331Achchhā .
119Go to sleep in time, and you will get rest and will awaken refreshed, and will feel very fresh in yoga.
332Ahamadābād - mahādēv nagar , sēvākēndra K|kē udghāṭan K|kē avasar par jin 19 kumāriyō̃ kā samarpaṇ samārōh manāyā gayā , vē|way sab bāpdādā sē milnē madhuban mē̃ āī haĩ , unhē̃ bāpdādā nē sammukh bulāyā : dēkhō , kumāriyō̃ key|kī vaisē bhī mahimā hai . 333Bhakti mārg mē̃ āp sabhī nē kumāriyō̃ K|kē charaṇ bhī dhōyē hōṅgē . 334Pūjā bhī key|kī hōgī aur abhī yahī kumāriyā̃ āp sabhī kō paramātma milan aur paramātma varsē K|kē adhikārī banā rahī haĩ . 335Sabhī kumāriyā̃ pakkī hō ?
120To the long lost and now found elevated souls in all directions who are merged in the Father’s heart - to those who surrender every desire of theirs and of others, by constantly obeying every order of the Father - to those who constantly make the pillar of purity strong - to the special souls who spread the light of purity by being lighthouses - to those who make themselves free from attachment, and thereby come close to the Father and remain close - to such children, love, remembrance, and namaste from BapDada.
336Phōṭō tō nikalā huā hai . 337Kōī kachchā tō nahī̃ ? 338Kōī purānī duniyā mē̃ tō nahī̃ chalē jāyēṅgē . 339Pakkē haĩ !
121To all the children everywhere who have sent letters of heart felt love and remembrance, special love and remembrance from BapDada.
340Achchhā . 341Chārō̃ ōr K|kē dil mē̃ samāyē huē bāpdādā K|kē sikīladhē śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , sadā bāp K|kē har ēk pharmān mānnē sē , svayã kā aur aurō̃ kā bhī armān samarpit karānē vālē , sadā pavitratā K|kē pillar kō mazbūt banānē vālē aur pavitratā key|kī light , light house ban phailānē vālē viśhēṣh ātmāō̃ kō , sadā svayã kō lagāvmukt banānē vālē bāp K|kē samīp ānē vālē , rahnē vālē sabhī bachchō̃ kō bāpdādā kā yād-pyār aur namastē . 342Vidēśh mē̃ rahnē vālē chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō bāpdādā kā viśhēṣh yād-pyār kyōṅki vō yādpyār K|kē patra sadā hī bhējtē rahtē haĩ . 343Jinhō̃ nē patra bhējā hai unhō̃ kō bhī viśhēṣh yād aur jinhō̃ nē dil sē yād pyār bhējā hai unhō̃ kō bhī viśhēṣh yādpyār .
122* * * O MS H A N T I * * *