सोमवार 4 दिसंबर 1995 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 104-12-95 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 04-12-1995 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2‘ ‘ yathārth niśhchay K|kē foundation dvārā sampūrṇ pavitratā kō dhāraṇ karō ’ ’ 3Āj bāpdādā dēśh-vidēśh chārō̃ ōr K|kē nayē-nayē bachchō̃ kō dēkh rahē thē . 4Chāhē madhuban mē̃ sākār rūp mē̃ āyē haĩ , chāhē ākār rūp mē̃ apnē - apnē sēvā-sthān mē̃ āyē huē haĩ , tō nayō̃-nayō̃ kō dēkh bāpdādā sabhī K|kē niśhchay kō dēkh rahē thē . 5Kyōṅki niśhchay is brāhmaṇ jīvan K|kē sampannatā kā foundation hai aur foundation mazbūt hai tō sahaj aur tīvr gati sē sampūrṇtā tak pahuñchnā niśhchit hai .

1Today, BapDada was seeing the new children from everywhere in this land and abroad.

6Tō bāpdādā dēkh rahē thē ki niśhchay bhī bhinnbhinn prakār kā hai . 7Jō yathārth niśhchay hai ki maĩ paramātmā bāp kā ban gayā , svayã kō bhī ātma-svarūp mē̃ jānnā , mānnā , chalnā aur bāp kō bhī jō hai vaisē jānnā - yē hai yathārth niśhchay .

2Whether they have come to Madhuban in their corporeal forms, or whether they have come from their service places in their angelic forms, while seeing the new ones, BapDada was seeing the faith of them all.

8Dūsrā niśhchay hai - yōg dvārā thōṛē samay kē liē aśhānti sē śhānti kā anubhav kartē haĩ aur sthān kā śhaktiśhālī śhānt vāyumaṇḍal ākarṣhit kartā hai vā brāhmaṇ parivār , brāhmaṇ ātmāō̃ kā ātmik pyār aur pavitratā key|kī jīvan kā prabhāv paṛtā hai , company achchhī lagtī hai , duniyā K|kē vāyumaṇḍal K|kē contrast mē̃ yē saṅg achchhā lagtā hai , gyān bhī achchhā , parivār bhī achchhā , vāyumaṇḍal bhī achchhā … tō vō achchhā lagnā , us foundation K|kē ādhār par chaltē rahtē haĩ . 9Yē hai dūsrā number . 10Pahlā number sunāyā ‘ yathārth niśhchay ’ aur dūsrā number ‘ achchhā lagtā hai ’ aur tīsrā number - duniyā K|kē sambandhiyō̃ K|kē duḥkhmay vātāvaraṇ sē bachkar jitnā samay bhī sēvākēndra par ātē haĩ utnā samay duḥkh sē kinārā hōkar śhānti kā anubhav kartē haĩ . 11Gyān key|kī guhyatā mē̃ nahī̃ jāyēṅgē lēkin śhānti key|kī prāpti K|kē kāraṇ kabhī ātē haĩ aur kabhī nahī̃ bhī ātē haĩ .

3Faith is the foundation of perfection in this Brahmin life.

12Lēkin yathārth niśhchay buddhi vijayī hōtē haĩ . 13Aur dēkhā jātā hai ki jab śhurū - śhurū mē̃ ātē haĩ tō aśhānti sē taṅg hōtē haĩ , śhānti K|kē ichchhuk hōtē haĩ .

4If the foundation is strong, it is guaranteed that you will easily and quickly reach your stage of perfection. 5BapDada was seeing that children have a variety of faith.

14Tō jaisē pyāsē kō ēk būnd bhī agar pānī key|kī mil jāyē tō vō bahut baṛī bāt anubhav kartā hai . 15Tō aprāpti sē prāpti hōtī hai , parivār mē̃ , gyān mē̃ , yōg mē̃ , vāyumaṇḍal mē̃ antar dikhāī dētā hai .

6Accurate faith is: “I now belong to the Father, the Supreme Soul, and I recognise, accept and move along considering myself to be a soul, and I know the Father as He is”.

16Tō pahlā samay bahut achchhē umaṅg - utsāh sē chaltē haĩ , bahut naśhā rahtā hai , khuśhī bhī hōtī hai . 17Lēkin agar pahlē number K|kē yathārth niśhchay kā foundation pakkā nahī̃ hai , dūsrē yā tīsrē number kā niśhchay hai tō dhīrē-dhīrē jō śhurū key|kī khuśhī , śhurū kā jōśh hai , usmē̃ phark ā jātā hai . 18Is season mē̃ nayē-nayē bahut āyē haĩ aur chance bhī milā hai , yah tō bahut achchhā hai . 19Bāpdādā kō bhī nayē-nayē bachchō̃ kō dēkh khuśhī hōtī hai ki yē phir sē apnē parivār mē̃ pahũch gayē .

7This is accurate faith.

20Lēkin yē check karō ki niśhchay kā foundation pakkā hai  ? 21Hamārā niśhchay number one hai vā number two hai  ?

8The second number faith is to experience peace - from being anxious - for a short time, through yoga.

22Agar number one niśhchay hai tō chaltē-chaltē mukhya pavitratā dhāraṇ karnē mē̃ muśhkil nahī̃ lagēgā .

9And the powerful and peaceful atmosphere of the place also attracts you for a short time.

23Agar pavitratā svapn mātra bhī hilātī hai , halchal mē̃ ātī hai , tō samjhō number one foundation kachchā hai .

10Or, there is the influence of the Brahmin family, the spiritual love of the Brahmin family, and the life of purity.

24Kyōṅki ātmā kā svadharm pavitratā hai . 25Apavitratā pardharm hai aur pavitratā svadharm hai . 26Tō jab svadharm kā niśhchay hō gayā tō pardharm hilā nahī̃ saktā .

11You enjoy the company: in contrast to the atmosphere of the world, you feel that the company is good, the knowledge is good, the family is good, and the atmosphere is also good.

27Kaī bachchē kahtē haĩ ki pahlē tō bahut achchhē ātē thē , abhī patā nahī̃ kyā hō gayā  ?

12And so you continue to move along, on the foundation of enjoying all of this. 13This is the second number faith.

28Tō kyā hō jātā hai ki bāp jō hai , jaisā hai , vaisē anubhav mē̃ nahī̃ lātē . 29Agar pūchhē̃gē ki bāp sāth hai  ?

14You were told that the first number is to have accurate faith, and that the second number is to like all of this.

30Tō hāth sab uṭhāyēṅgē . 31Hāth uṭhānā tō bahut sahaj hai . 32Lēkin bāp sāth hai tō bāp key|kī pahlī-pahlī jō mahimā kartē hō ki vō sarvśhaktimān hai - yē māntē hō yā sirph jāntē hō  ?

15The third number is based on the extent to which you protect yourself from the sorrowful atmosphere of worldly relations, and spend that much time at the centre: to that extent you remove yourself from sorrow, and experience peace.

33Tō jab sarvśhaktimān bāp sāth hai tō sarvśhaktimān kē āgē apavitratā ā saktī hai  ? 34Nahī̃ ā saktī .

16You would not go into the depths of knowledge, but, because of the attainment of peace, you sometimes go to a centre and sometimes you don’t.

35Lēkin ātī tō hai , tō ātī phir kahā̃ sē hai  ?

17However, an intellect that has accurate faith is victorious.

36Kōī aur jagah hai  ? 37Chōr lōg jō hōtē haĩ vō apnā special gate|get banā lētē haĩ .

18It has been seen that, at the beginning, when you first come, you are distressed by anxiety, and desire peace.

38Cōr gate hōtā hai . 39Tō āpkē pās|pass bhī chhipā huā cōr gate tō nahī̃ hai  ? 40Check karō . 41Nahī̃ tō māyā I|āī|eye kahā̃ sē  ?

19It is just as when thirsty people receive even one drop of water, they experience that to be something great: it is receiving attainment from no attainment.

42Ūpar sē ā gaī  ? 43Agar ūpar sē bhī ā gaī tō ūpar hī khatm hō jānī chāhiyē .

20There is a visible difference within their family, in knowledge, in yoga, and in the atmosphere.

44Kōī chhipē huē gate|get sē ātī hai jō āpkō patā nahī̃ paṛtā hai tō check karō ki māyā nē kōī cōr gate tō nahī̃ banākar rakhā hai  ? 45Aur gate|get banātī bhī kaisē hai , mālūm hai  ? 46Āpkē jō viśhēṣh svabhāv yā saṅskār kamzōr hōṅgē tō vahī̃ māyā apnā gate|get banā dētī hai . 47Kyōṅki jab kōī bhī svabhāv yā saṅskār kamzōr hai tō āp kitnā bhī gate|get band karō , lēkin kamzōr gate|get hai , tō māyā tō jānījānanahār hai , uskō patā paṛ jātā hai ki yē gate|get kamzōr hai , issē rāstā mil saktā hai aur miltā bhī hai .

21So, at first, they move along with great zeal, and they have a lot of intoxication and happiness.

48Chaltē - chaltē apavitratā K|kē saṅkalp bhī ātē haĩ , bōl bhī hōtā , karma bhī hō jātā hai . 49Tō gate|get khulā huā hai nā , tabhī tō māyā I|āī|eye . 50Phir sāth kaisē huā  ?

22However, if the foundation of accurate faith of the first number is not strong - if they have the second or third type of faith - then the happiness and energy of the initial period gradually changes.

51Kahnē mē̃ tō kahtē hō ki sarvśhaktimān sāth hai tō yē kamzōrī phir kahā̃ sē I|āī|eye  ? 52Kamzōrī rah saktī hai  ? 53Nahī̃ nā  ?

23This season, many new ones have come, and it is good that you have been given this chance.

54Tō kyō̃ rah jātī hai  ? 55Chāhē pavitratā mē̃ kōī bhī vikār hō , mānō lōbh hai , lōbh sirph khānē-pīnē kā nahī̃ hōtā .

24BapDada is also happy to see the new children, that they have once again reached their own family.

56Kaī samajhtē haĩ hamārē mē̃ pahannē , khānē yā rahnē kā aisā tō kōī ākarṣhaṇ nahī̃ hai , jō miltā hai , jō bantā hai , usmē̃ chaltē haĩ .

25However, check if the foundation of your faith is strong: “Is my faith number one faith, or number two faith?”

57Lēkin jaisē āgē baṛhtē haĩ tō māyā lōbh bhī royal aur sūkṣhma rūp mē̃ lātī hai .

26If you have number one faith, then, as you progress, you should not find it difficult to imbibe the main subject of purity.

58Vō royal lōbh kyā hai  ? 59Chāhē student hō , chāhē teacher hō , māyā dōnō̃ mē̃ royal lōbh lānē kā full purūṣhārth kartī hai .

27If purity makes you fluctuate even in your dreams - if it causes fluctuation - you can understand that your foundation of the number one faith is weak.

60Mānō student hai , bahut achchhā niśhchaybuddhi , sēvādhārī hai , sabmē̃ achchhā hai lēkin jab āgē baṛhtē haĩ tō yē royal lōbh ātā hai ki maĩ itnā kuchh kartā hū̃ , sab rūp ( tarah ) sē madadgār hū̃ , tan sē , man sē , dhan sē aur jis samay chāhiyē us samay sēvā mē̃ hāzar hō jātā hū̃ phir bhī mērā nām kabhī bhī teacher varṇan nahī̃ kartī ki yē jigyāsu bahut achchhā hai . 61Agar mānō̃ yē bhī nahī̃ āvē tō phir dūsrā rūp kyā hōtā hai  ? 62Achchhā , nām lē bhī liyā tō nām sunatē-sunatē-maĩ hī hū̃ , maĩ hī kartā hū̃ , maĩ hī kar saktā hū̃ , vō ābhimān K|kē rūp mē̃ ā jāyēgā . 63Yā bahut kām karkē āyē aur kisī nē āpkō pūchhā bhī nahī̃ , ēk gilās pānī bhī nahī̃ pilāyā , dēkhā hī nahī̃ , apnē ārām mē̃ yā apnē kām mē̃ busy rahē , tō yē bhī ātā hai ki karō bhī aur pūchhē bhī kōī nahī̃ .

28The original religion of souls is purity.

64Tō karnā hī kyā hai , karnā yā nā karnā ēk hī bāt hai .

29Impurity is an external religion, and purity is your original religion.

65Pūchhnē vālā tō kōī hai nahī̃ , issē ārām sē ghar mē̃ baiṭhō , jab hōgā tab sēvā karē̃gē .

30So, when you have the faith of your original religion, no other external religion can shake you.

66Tō yē bhinn-bhinn prakār kā vikārō̃ kā royal rūp ātā hai . 67Aur ēk bhī vikār ā gayā nā , mānō lōbh nahī̃ āyā lēkin abhimān ā gayā yā apnē mānnē tak kā , hamārī mānyatā hō - uskā bhān ā gayā tō jahā̃ ēk vikār hōtā hai vahā̃ unkē chār sāthī chhipē huē rūp mē̃ hōtē haĩ . 68Aur ēk kō āpnē chance dē diyā tō vō chhipē huē jō haĩ vō bhī samay pramāṇ apnā chance lētē rahtē haĩ . 69Phir kahtē haĩ ki pahlē jaisā naśhā abhī nahī̃ hai , pahlē bahut achchhā thā , pahlē avasthā baṛī achchhī thī , abhī patā nahī̃ kyā hō gayā hai .

31Many children say that, previously, many good students used to come, and that they now don’t know what has happened.

70Māyā cōr gate sē ā gaī - yē hai patā , yē nahī̃ kahō patā nahī̃ .

32So, what happens is that you do not experience the Father as he is and what he is.

71Aur teacher kō bhī ātā hai . 72Teacher kō kyā chāhiyē  ?

33If you were asked if the Father is with you, all of you would raise your hands.

73Centre achchhā hō , kapṛē bhalē kaisē bhī hō lēkin centre thōṛā rahnē lāyak tō achchhā hō . 74Aur jō sāthī hō vō achchhē hō , student achchhē hō , bābā key|kī bhaṇḍārī achchhī hō . 75Agar achchhā student change hō jāyē tō dil thōṛā dhaṛaktā hai . 76Phir samajhtē haĩ ki kyā karē̃ , yē madadgār thā nā , abhī vō chalā gayā .

34It is very easy to raise your hands.

77Madadgār jigyāsu thā vā bāp hai  ? 78Tō us samay kaun dikhāī dētā hai  ?

35However, if the Father is with you, what is the first praise of the Father that you sing?

79Jigyāsu yā bāp  ? 80Tō yē royal māyā foundation kō hilānē key|kī kōśhiśh kartī hai . 81Agar āpkō niśhchay hai-sarvaśaktimān sāth hai tō bāp kisī na kisī kō nimitt banā hī dētā hai . 82Kaī phir sōchtē haĩ hamē̃ kam sē kam ēk bār ābū key|kī conference mē̃ yā kisī baṛī conference mē̃ chance milnā chāhiē , chalō aur nahī̃ , yōg śhivir tō karā lē̃ , yē bhī tō chance hōnā chāhiyē nā , chalō bhāṣhaṇ nahī̃ karē , stage par tō āvē̃ , ākhir vināśh hō jāyēgā , kyā vināśh tak bhī hamārā number nahī̃ āyēgā , number tō ānā chāhiyē nā  !

36That he is the Almighty Authority.

83Lēkin pahlē bhī bāpdādā nē sunāyā ki agar yōgya haĩ , chance miltā hai tō khuśhī sē karō lēkin yē saṅkalp karnā ki hamē̃ chance milnā chāhiē … yah bhī māṅgnā hai . 84Chāhiyē-chāhiyē yē hai royal māṅgnā . 85Yē hōnā chāhiyē … yē hamē̃ pahchāntē nahī̃ haĩ , dādī-dīdiyā̃ bhī sabhī kō pahchāntī nahī̃ haĩ , jō āgē ātē haĩ uskō āgē kar lētē haĩ-tō yē saṅkalp ānā yah bhī ēk sūkṣhma māṅgnā hai . 86Lēkin bāpdādā nē sunā diyā hai ki mānō̃ āp stage par ā gaī yā āpkī kōī bhī viśhēṣhtā K|kē kāraṇ , yōg nahī̃ bhī hai , avasthā itnī achchhī nahī̃ hai lēkin bōl mē̃ , catching power mē̃ viśhēṣhtā hai tō chance mil jātā hai , kyōṅki kisī key|kī vāṇī mē̃ miṭhās hōtā hai , spaṣhṭatā hōtī hai aur catching power hōtī hai tō yahā̃ K|kē vahā̃ K|kē misāl vagairah catch karkē sunātē haĩ isīliē unhō̃ kā nām bhī hō jātā hai .

37Do you accept this?

87Kaun chāhiyē  ? 88Phalānī chāhiyē .

38Or, do you just know it?

89Kaun āvē  ? 90Phalānī āvē , chāhē yōg mē̃ kachchī bhī hō … tō is par number final nahī̃ hōnē haĩ .

39So, since the Almighty Authority Father is with you, can any impurity come in front of the Almighty Authority?

91Jō final number milē̃gē vō yē nahī̃ hōgā ki isnē kitnē bhāṣhaṇ kiyē yā isnē kitnē student vā centre banāyē haĩ , lēkin yōgya kitnō̃ kō banāyā hai  ? 92Centre banānā baṛī bāt nahī̃ hai lēkin yōgya kitnī ātmāō̃ kō banāyā  ? 93Nām hō gayā -30 centre key|kī iñcārja hai aur 30 mē̃ sē 15 hil rahē haĩ , 15 ṭhīk haĩ tō phāydā huā yā sirph nām huā  ? 94Sirph nām hōtā hai ki phalānī K|kē 30 sēvākēndra haĩ .

40It cannot come, but it does come.

95Lēkin number issē nahī̃ milēgā .

41So, where does it come from?

96Final number jitnō̃ kō sukh diyā , jitnā svayã śhaktiśhālī rahē , usī pramāṇ milē̃gē .

42Is there any other place? 43Thieves have their special gates: they have their secret gates.

97Isīliyē yē bhī chāhiyē-chāhiyē khatm kar dō .

44So, do you have a secret gate hidden somewhere? 45Check this.

98Nahī̃ tō yōg nahī̃ lagēgā .

46Otherwise, where did Maya come from?

99Rōz yahī dēkhtē rahē̃gē ki phalānī jagah programme huā mērē kō phir bhī nahī̃ bulāyā , abhī parsō̃ yahā̃ huā , kal vahā̃ huā , āj yahā̃ huā  ! 100Tō yōg lagēgā yā gintī hōtī rahēgī  ? 101Tō mukhya bāt - jō yathārth niśhchay hai uskō pakkā karō . 102Kahnē mē̃ tō kah dētē hō maĩ ātmā hū̃ aur bāp sarvśhaktimān hai lēkin practical mē̃ , karma mē̃ ānā chāhiyē .

47Does she come from up above?

103Bāp sarvśhaktimān hai lēkin mērē kō māyā hilā rahī hai tō kaun mānēgā āpkā bāp sarvśhaktimān hai  ! 104Kyōṅki ussē ūpar tō kōī hai nahī̃ . 105Tō bāpdādā āj niśhchay K|kē foundation kō dēkh rahē haĩ .

48If she comes from up above, she should be finished up above. 49Some will come from a hidden gate which you are not aware of: therefore, check that Maya has not created a secret gate somewhere.

106Chāhē nayē haĩ , chāhē purānē haĩ lēkin is niśhchay K|kē foundation kō practical mē̃ lāō aur samay par use karō .

50Do you know how she makes these gates? 51Whatever particular sanskars or nature you are weak in, Maya will make this her gate.

107Samay bīt jātā hai phir bāp kē āgē paśhchātāp K|kē rūp mē̃ ātē hō-kyā karē̃ , bābā hō gayā , āp tō merciful hō , rahm kar dō … tō yē kyā huā  ? 108Yē bhī royal paśhchātāp hai . 109Sāth hai tō kisī key|kī himmat nahī̃ hai , niśhchaybuddhi kā arth|earth hī hai vijayī .

52When any nature or sanskar is weak, no matter how much you try to close that gate, the gate is still weak, and Maya is one who knows everything (jani jananhar) , and so she is aware that that particular gate is weak, and that she can find a way through there: so she does find her way in.

110Agar kōī hisāb-kitāb ātā bhī hai tō man kō nahī̃ hilāō .

53Whilst moving along, you have thoughts of impurity.

111Sthiti kō nīchē-ūpar nahī̃ karō .

54You even speak such words and perform such deeds.

112Chalō āyā aur phaṭ sē uskō dūr sē hī khatm kar dō .

55So, a gate is open somewhere, and this is how Maya comes.

113Abhī yōddhē nahī̃ banō .

56So, what kind of company is this?

114Kaī abhī nirantar yōgī nahī̃ haĩ . 115Kuchh samay yōgī haĩ aur kuchh samay yuddha karnē vālē yōddhē haĩ .

57You say that the Almighty Authority is with you: so where did this weakness come from?

116Lēkin apnē kō kahlātē kyā hō  ?

58Can any weakness remain? 59It cannot.

117Yōddhē ki yōgī  ?

60So, why does it remain?

118Kahlātē tō sahajyōgī hō . 119Tō nayē jō bhī āyē haĩ unkō bāpdādā phir sē bhāgya prāpt karnē key|kī mubārak dētē haĩ .

61If there is any vice in terms of purity - for instance, greed - then greed doesn’t just exist in terms of food and drink.

120Lēkin mubārak kē sāth yē check bhī karnā ki foundation number one hai yā number dō kā hai  ? 121Kaī kahtē haĩ gyān-yōg bahut achchhā lagtā hai , achchhā hai vō tō ṭhīk hai lēkin karma mē̃ lātē hō  ?

62Many people think that they are not attracted to clothes, food, or the place they are living in, and that they are happy with whatever they receive, or whatever is made for them.

122Gyān mānā ātmā , paramātmā , drama … yah kahnā nahī̃ .

63However, as they move forward, Maya brings greed in a royal or subtle form.

123Gyān kā arth|earth hai samajh .

64What is that royal form of greed?

124Samajhdār jaisā samay hōtā hai vaisē samajhdārī sē sadā saphal hōtā hai .

65Whether one is a student or a teacher, Maya makes full effort to bring some royal form of greed in both.

125Kabhī bhī dēkhō jīvan mē̃ duḥkh ātē haĩ tō kyā sōchtē hō  ? 126Patā nahī̃ , mujhē yah kyō̃ nahī̃ samajh mē̃ āyā - yahī̃ kahē̃gē . 127Tō samajhdār hō  ?

66For instance, some may be students who have very good faith: they are serviceable souls, and are good at everything, but as they move forward, they have greed in the royal form.

128Gyānī hō  ? 129Bōlō hā̃ yā nā  ? 130 ( hā̃ jī ) hā̃ tō bahut achchhī bōltē haĩ . 131Samajhdār key|kī niśhānī hai kabhī dhōkhā nahī̃ khānā - yē hai gyānī key|kī niśhānī , aur yōgī key|kī niśhānī hai - sadā clean aur clear buddhi .

67They think: “Even after doing so much, and being a helper in every way, with my body, mind and wealth, and being present on service at whatever time one is needed.. even then, the teacher never mentions my name to say that this student is very good”.

132Clean bhī hō aur clear bhī hō .

68If they don’t have this thought, what is the other form?

133Yōgī kabhī nahī̃ kahēgā-patā nahī̃ , patā nahī̃ .

69Okay.. they have got a name for themselves.

134Unkī buddhi sadā hī clear hai . 135Aur dhārṇā svarūp key|kī niśhānī hai sadā svayã bhī double light .

70Then, whilst hearing their name, that “I am something, only I am doing this, only I can do this”, they develop arrogance.

136Kitnī bhī zimmēvārī hō lēkin dhāraṇāmūrta , sadā double light .

71You worked very hard, and yet no one even asked about you, or even gave you a glass of water.

137Chāhē mēlā hō , chāhē jhamēlā hō-dōnō̃ mē̃ double light .

72No one even looked at you, but they just remained busy in their own rest or their own work.

138Aur sēvādhārī key|kī niśhānī hai-sadā nimitt aur nirmāṇ bhāv .

73There is then the feeling that you do everything, and yet no one even asks about you.

139Tō yē sabhī apnē mē̃ check karō .

74You feel “Why should I do anything?

140Kahnē mē̃ tō sabhī kahtē hō nā ki chārō̃ hī subject K|kē godly student haĩ . 141Tō niśhānī dikhāī dēnī chāhiyē .

75To do something or not to do something: it is the same thing. 76No one is going to ask me anything about it anyway, so it is better to sit at home comfortably.

142Tō nayē-nayē kyā karē̃gē  ?

77I will do service when someone asks me.”

143Apnē niśhchay kō aur pakkā karnā .

78So, there is a variety of the royal form of vices.

144Nahī̃ tō phir kyā hōtā hai dō sāl chalē̃gē , tīn sāl chalē̃gē phir vāpas purānī duniyā mē̃ chalē jāyēṅgē . 145Aur phir jō vāpas jātē haĩ vō us duniyā mē̃ bhī set nahī̃ hō saktē haĩ .

79Even if one form of vice comes - it may not be greed, but if there is arrogance, or if you even have the consciousness or thought that others should accept you - then, when there is one vice, its other four companions will also be hidden there in some form.

146Na is duniyā K|kē rahtē , na us duniyā K|kē . 147Isliē apnā foundation bahut pakkā karō .

80Then, when you give a chance to one of them, the other four hidden vices will also seek their chance, according to the time.

148Anubhav karō-sarvaśaktimān bāp sāth hai . 149Bas ēk bāt bhī anubhav kiyā tō sabmē̃ pās|pass hō jāyēṅgē .

81Then, some say that they don’t have the intoxication that they initially used to experience.

150Rivāzī prime minister hai , minister hai uskē sāth kā bhī naśhā rahtā hai . 151Yē tō sarvśhaktimān hai  !

82Previously, they had very good intoxication, and they had a very good stage, but they don’t know what has happened now.

152Achchhā  ! 153Jō is kalp mē̃ pahlē bārī āyē haĩ vō hāth uṭhāō .

83Maya, the thief, has entered through the gate.

154Jō pahlī bār āyē haĩ vō sadā khuśh rahnā aur sadā ābād rahnā .

84You are aware of this: so don’t say that you don’t know what happened!

155Acchā-ṭīcarsa bhī bahut ātī haĩ .

85Even teachers experience this.

156Ēk sāl mē̃ kitnē chance miltē haĩ  ?

86What do the teachers want?

157Ēk hī miltā hai .

87That their centre should be good.

15812 mās kō 13 mās tō kar nahī̃ saktē . 159Bāpdādā kō tō dil hōtī hai teachers aisē refresh hō jāyē̃ , śhaktiśhālī ban jāyē̃ jō kisī bhī centre par kōī bhī jāyē tō ēk ātmā bhī kamzōr nahī̃ dikhāī dē .

88It doesn’t matter what their clothes are like, but at least their centre should be a comfortable place to live in, that they should have good companions, and good students, and a good bhandari for Baba.

160Nirvighna sēvākēndra , uskō hī marks miltī haĩ .

89If one of their good students changes, then their hearts start to beat faster.

161Bāpdādā ismē̃ khuśh nahī̃ hōtē ki is zone mē̃ hazār centre haĩ , hazār gītā pāṭhśhālāyē̃ haĩ . 162Bāpdādā khuśh hōtē haĩ jis zone mē̃ kōī khiṭkhiṭ nahī̃ hō , kōī kamplēṇṭ nahī̃ hō . 163Kyōṅki vāstav mē̃ mānō teacher mēhnat kar rahī hai aur kamzōr saṅskār hī māyā K|kē ānē kā cōr gate hai . 16452 khiṭkhiṭ bhī hō rahī hai , vātāvaraṇ vaisē kā vaisā hai tō kyā vō sēvā hai  ?

90Then they feel, “What can I do now?

165Ki jhamēlā hai  ? 166Tō āyē kisliē  ?

91He was a good helper, but he has now gone away.”

167Brahmākumār yā brahmākumāriyā̃ kisliē banē̃  ?

92Was your helper the student or the Father? 93Who is visible at that time?

168Jhamēlē kē liē  ?

94The student or the Father?

169Agar jhamēlē hī cāhiyē̃ tō duniyā mē̃ bahut jagah haĩ .

95So, this royal form of Maya tries to shake your foundation.

170Bāpdādā vahā̃ kā address bhī dē saktē haĩ . 171Lēkin brahmākumār aur brahmākumāriyā̃ bannā mānā milan mēlā manānā , na ki jhamēlā .

96If you have the faith that the Almighty Authority is with you, then he will make someone or other an instrument to help you.

172Dēkhō abhī āyē hō tō kis lakṣhya sē āyē hō  ? 173Jhamēlē kē liē āyē hō  ? 174Milan manānē āyē hō tō achchhā lagtā hai nā  !

97Do not have the desire that you should be given an opportunity: “Let me at least attend a conference in Abu once or let me attend any other major conference..

175Tō kabhī bhī , kōī bhī student hō vā teacher hō , haĩ tō sabhī sṭūḍēnṭ-kabhī bhī jhamēlā nahī̃ karō . 176Jhamēlā karnā arthāt kyā kahē̃  ! 177Bāpdādā kō kahnā bhī achchhā nahī̃ lagtā . 178Isliē chāhē teacher , chāhē madhuban , chāhē madhuban K|kē up sēvākēndra , gītā pāṭhśhālāyē̃ yā āpkē zone K|kē upsēvākēndra yā kēndra , jō bhī apnē kō brāhmaṇ ātmā kahlātē haĩ , nahī̃ tō apnē kō brāhmaṇ nahī̃ kahlāō , kṣhatriya kahlāō , brāhmaṇ nām kō kharāb nahī̃ karō .

98Okay, if nothing else, let me do this yoga camp..

179Brāhmaṇ mānā vijayī .

99I should have this chance..

180Agar jhamēlā kartē haĩ tō kṣhatriya haĩ , na ki brāhmaṇ . 181Tō āj kā pāṭh kyā pakkā karē̃gē  ?

100Okay, I may not give a lecture, but I should at least come onto the stage..

182Kaun sā saṅkalp karē̃gē  ? 183Har ēk kō man , vāṇī , karma , sambandh , samparka mē̃ jhamēlā mukt bannā hai .

101Destruction will also take place, so will I not get a chance (number) to do this until destruction?

184Jhamēlā nahī̃ hōnā chāhiyē . 185Rōz check karō .

102I should at least have this chance..”

186Yē vyarth saṅkalp kā bhī jhamēlā hai . 187Dūsrē kē sāth nahī̃ hai lēkin apnē man mē̃ tō jhamēlā hai .

103However - and BapDada has told you earlier too - if you are worthy, and you are given this chance, then do it with happiness.

188Tō sabhī kyā saṅkalp karē̃gē  ? 189Kyā banē̃gē  ?

104But even to have this thought is to ask for something.

190Bōlō , jhamēlā mukt . 191Kyōṅki diamond jubilee ā rahī hai tō diamond jubilee mē̃ jhamēlā vālā diamond chāhiyē kyā  ?

105Constantly to think of wanting something is also a royal form of begging: “This should happen..

192Āp lōg pasand karē̃gē  ?

106It is because they do not recognise us..

193Yā bahut sundar diamond K|kē bīch mē̃ dō-chār jhamēlē vālē diamond hō̃ tō pasand karē̃gē  ? 194Nahī̃ karē̃gē .

107Even the Dadis and Didis do not recognise everyone.. they only put forward those who come to the front”.

195Lēkin iskī bahut sahaj vidhi hai , mēhnat karnē key|kī bhī zarurat nahī̃ . 196Jhamēlā mukt hōnē key|kī vidhi sabsē sahaj hai ki pahlē svayã kō jhamēlē mukt karō . 197Dūsrē kē pīchhē nahī̃ paṛō . 198Yē student aisā hai , yē sāthī aisā hai , yē circumstance aisē haĩ-usakō nahī̃ dēkhō lēkin apnē kō jhamēlā mukt karō .

108Even to have this thought is a subtle way of begging.

199Jahā̃ jhamēlā hō vahā̃ apnē man kō , buddhi kō kinārē kar lō . 200Āp sōchtē hō-yē jhamēlā pūrā hōgā tō bahut achchhā hō jāyēgā , hamārī sēvā bhī achchhī , hamārī avasthā bhī achchhī hō jāyēgī .

109BapDada has told you, that if you come onto the stage because of any speciality, you may not have that yoga, and your stage may not be so good, but it is because you have a speciality of speaking or catching power that your name is therefore glorified.

201Lēkin jhamēlē pahāṛ K|kē samān haĩ .

110Some are very sweet in their way of speaking.

202Kyā pahāṛ sē māthā ṭakrānā hai  ? 203Pahāṛ haṭēgā kyā  ?

111They speak with great clarity and have good catching power.

204Svayã kinārā kar lō yā uṛtī kalā sē jhamēlē K|kē pahāṛ K|kē bhī ūpar chalē jāō .

112They collect examples from here and there, and relate these to others, and their names are therefore glorified.

205Tō pahāṛ bhī āpkō ēkdam sahaj anubhav hōgā . 206Mujhē bannā hai .

113If you are asked “Whom do you want?”, you would say “I want so-and-so”.

207Amr̥itvēlē sē yē svayã sē saṅkalp karō ki mujhē jhamēlā mukt bannā hai . 208Bākī tō hai hī jhamēlō̃ key|kī duniyā , jhamēlē tō āyēṅgē hī . 209Āpkī duniyā āpkā sēvākēndra hai tō āpkī duniyā hī vō hai , tō vahā̃ hī āyēṅgē nā . 210Āp paper dēnē kē liē America , london jāyēṅgī kyā  ?

114“Who should come?”

211Centre par hī dē̃gī nā  ! 212Tō jhamēlā nahī̃ āvē-yah nahī̃ sōchō .

115“So-and-so should come”.. even if that one is weak in yoga.

213Jhamēlā mukt bannā hai-yē sōchō . 214Hō saktā hai  ?

116The final result is not based on this.

215Ki vahā̃ centre par yā ghar mē̃ jāyēṅgē tō kahē̃gē ki yē jhamēlā tō mērē sē nahī̃ hōgā . 216Aisē tō nahī̃  ? 217Jab bāp nē kahā hai ki purānī duniyā sē , purānī duniyā K|kē prāptiyō̃ sē abhī apnē man aur buddhi kō ūñchā karō .

117The final result will not be based on the fact of how many lectures you have given, or how many students or centres you have created, but on how many you have made worthy. 118It is not a big thing to create a centre, but how many souls have you made worthy?

218Purānī duniyā sē laṅgar uṭhā liyā ki abhī lagā huā hai  ? 219Bandhā huā tō nahī̃ hai  ?

119Okay, you have earned a name for being a “centre-in-charge” of thirty centres.

220Vō kahānī sunātē haĩ nā tō anjān rahnā yē bhī andhkār hai . 221Vō andhkār nahī̃ lēkin anjān rahnā bhī andhkār hai .

120However, if out of the thirty, fifteen are fluctuating, and fifteen are okay, is there benefit in that?

222Tō andhkār mē̃ nahī̃ rah jānā .

121Or is that just having a name glorified?

223Achchhī tarah sē check karō . 224Dēkhē̃gē , yē jhamēlā mukt number one kaun sā sēvākēndra yā madhuban bantā hai  ?

122You have then just earned the name of being so-and-so who has thirty centres. 123However, you will not get a number based on that.

225Madhuban vālō̃ kō bhī bannā hai . 226Aisē nahī̃ jō group āyā hai unkō hī bannā hai .

124The final number will be based on how many you gave happiness to, and how powerful you remained yourself.

227Madhuban vālē nīchē baiṭhē haĩ nā .

125Therefore, also finish this type of wanting.

228 ( ōm śhānti bhavan kā hall|hāl full hōnē K|kē kāraṇ sabhī pāṇḍav bhavan mē̃ murlī sun rahē haĩ ) chāhē yahā̃ baiṭhē haĩ , chāhē nīchē baiṭhē haĩ , lēkin bāpdādā K|kē tō sāmnē haĩ . 229Āp T . V|we . K|kē sāmnē hō , bāpdādā āpkē sāmnē hai . 230Tō madhuban vālē yā jō bhī dēśh-vidēśh sabhī ismē̃ number one banō phir diamond jubilee bahut dhūmdhām sē manāyēṅgē . 231Abhī bāpdādā kō thōṛā - thōṛā hōtā hai ki kyā sabhī mukt hō jāyēṅgē  !

126Otherwise, you will not be able to have yoga.

232Lēkin yē bāpdādā kā saṅkalp ṭhīk nahī̃ hai , aisē nā  ? 233Bāp kō tō bachchō̃ par niśhchay hai nā  !

127Every day, you will be watching, and thinking that this happened at such a place, but that you were not called.

234Lēkin thōṛā-thōṛā ātā hai - kyā karē̃gē  ! 235Bākī hai hī kyā  ? 236Ēk mās .

128“It happened the day before yesterday.. it happened here yesterday.. it happened there today.”

237Diamond jubilee tō January sē śhurū hai . 238Diamond jubilee K|kē bīch mē̃ karē̃gē , ārambh mē̃ karē̃gē , kyā karē̃gē  ? 239Batāō , rāy batāō ki diamond jubilee K|kē ārambh mē̃ mukt hō jāyēṅgē yā samāpti mē̃ mukt hōṅgē  ? 240Jō samajhtē haĩ thōṛā samay tō chāhiyē , itnē mē̃ kaisē hō jāyēṅgē , 63 janm K|kē saṅskār haĩ , ēk mās mē̃ khatm hō jāyēṅgē-muśkil lagtā hai …  !

129So, will you be able to have yoga or will you be counting?

241Time chāhiyē  ? 2422 mās , 6 mās , kyā samajhtē hō  ?

130So, the main thing is to make your accurate faith strong.

243Jō samajhtē haĩ kuchh time chāhiyē vō hāth uṭhāō . 244Achchhā , jinhōnnē hāth uṭhāyā vō khaṛē hō jāō . 245Sachchē tō haĩ nā . 246Inhō̃ kā phōṭō nikālō , inhō̃ kō time dēgē .

131In words, you say that you are a soul, and that the Father is the Almighty Authority, but this should be visible in your practical actions.

247Ghabrāō nahī̃ . 248Jinhōnnē bhī hāth uṭhāyā hai vō apnī chiṭkī mē̃ centre aur apnā nām yē parichay likh karkē śāntāmaṇi kō dēnā .

132If the Father is the Almighty Authority, and you are being shaken by Maya, then who would believe that your Father is the Almighty Authority?

249Kōī harjā nahī̃ hai , āp lōgō̃ nē sach bōlā - tō jaldī hō jāyēṅgē .

133There is no one higher than Him. 134So, today, BapDada is seeing the foundation of faith.

250Bākī itnē sabhī agar mukt hō gayē tō yē thōṛē tō āpkī pū̃chh pakaṛkar bhī mukt hō jāyēṅgē . 251Achchhā , post vālī iśū kahā̃ hai  ?

135Whether you are new or old, put this foundation of faith into practice, and use it at the right time.

252Iskē pās|pass post ātī hai . 253Tō ēk mās kē bād kōī aisī jhamēlē key|kī post nahī̃ ānī chāhiyē .

136After the time has passed for you to use it, you come to the Father with repentance: “What can I do Baba?

254Agar āvē tō āp bāpdādā kō batānā .

137It just happened! 138You are the merciful One.

255Ṭhīk hai nā .

139Have mercy on me!”

256Pakkā kām karnā chāhiyē .

140So, what is this?

257Inkō pahchāntē hō nā . 258Issē sabkā kām paṛtā hai .

141This is also a royal form of repentance.

259Bhaviṣhya banānē kē nimitt tō rakhā huā hai nā  !

142If Baba is with you, then no one would have the courage.

260Sabhī jamā yahī̃ ā karkē kartē haĩ .

143To have faith means to be victorious.

261Achchhā , double vidēśhiyō̃ nē kyā kahā  ?

144If something does come up, do not let your mind fluctuate.

262Zone tō bahut āyē haĩ .

145Do not let your stage fluctuate.

263 ( sabhī zone vālō̃ sē bāpdādā nē hāth uṭhvāyē )

146Even if something comes, finish it from a distance instantly.

264Achchhā , sabhī zone , chāhē dillī , chāhē gujarāt , chāhē tāmilnāḍu jō bhī haĩ bāpdādā nē dēkhā ki sabhī K|kē man mē̃ diamond jubilee kā umaṅg-utsāh bahut achchhā hai . 265Aur sabhī samajhtē haĩ ki yē diamond jubilee , yagya key|kī sthāpanā nirvighna 60 sāl chalī hai aur āgē bhī chaltī rahēgī . 266Tō 60 sāl vr̥iddhi hōtī rahī hai , khatm nahī̃ hō jāyē sansthā yā khiṭkhiṭ mē̃ bigaṛ nahī̃ jāyē … yah is viśhvavidyālay key|kī duniyā kē liē bahut baṛī śhān hai . 267Tō diamond jubilee manānā arthāt her|har brāhmaṇ kā yē śhān hai ki ham aisē viśhvavidyālay K|kē yā aisē śhrēṣhṭh kārya K|kē sāthī haĩ .

147Do not become warriors now.

26860 sāl kōī cum|kam nahī̃ haĩ , duniyā kē liē tō asambhav bāt hai .

148Many are not constant yogis at present.

269Lēkin āp jāntē hō ki paramātma kārya sadā achal , avināśhī hai . 270Tō sansthā key|kī śhān arthāt her|har brāhmaṇ ātmā key|kī śhān hai .

149They are yogis for some time, and they are warriors at other times - those who are battling.

271Falak sē kah saktē hō ki hamārē kārya key|kī diamond jubilee hai .

150So, what do you call yourselves: warriors or yogis?

272Duniyā vālē tō samajhtē haĩ ki kōī bhī baṛā gurū gayā tō sansthā bhī gaī . 273Inhō̃ kā brahmā bābā gayā tō sab kuchh gayā … lēkin āp jāntē hō ki brahmā bāp dvārā bhī chalānē vālā avināśhī bāp hai . 274Tō yē diamond jubilee - ēk kārya K|kē saphaltā key|kī niśhānī hai . 275Ismē̃ chāhē yuvā hō chāhē pravr̥itti vālē hō , sabhī kō diamond ban aur anya diamond key|kī mālā banānī hai .

151You call yourselves easy yogis.

276Agar svayã nirvighna śhrēṣhṭh diamond haĩ tō aurō̃ kō bhī aisē hī banāyēṅgē . 277Yuvakō̃ sē 278Yuvā hāth uṭhāō .

152All these new ones have come: BapDada is once again congratulating them on their having attained this fortune.

279Majority dēśh-vidēśh mē̃ dēkhā jātā hai ki jō nayē-nayē ātē haĩ vō majority yuvā ātē haĩ , yuvā varg kā ānā yē sansthā key|kī śhān hai . 280Kyōṅki government tō hār gaī , vō tō sāph kahtī hai hamārī himmat nahī̃ . 281Tō āp yuvā varg aisī kamāl karkē dikhāō jō bāp kā nām her|har yuvā K|kē chalan sē , parivartan sē dikhāī dē . 282Iskē liē har ēk yuvā kō apnē kō kyā banānā hai  ?

153However, together with congratulations, you also have to check whether your foundation is number one, or number two.

283Divya darpaṇ . 284Darpaṇ mē̃ śhakla dikhāī dētī hai nā .

154Many say that they like knowledge and yoga a lot.. that it is very good.

285Tō āpkē chēhrē sē aurō̃ kō phariśhtā yā divya guṇadhārīmūrtta dikhāī dē . 286 ( ējukēśan wing kī ōr sē gujarāt mē̃ chalē abhiyān kā samāchār bāpdādā kō sunāyā ) achchhā hai , kitnī ātmāō̃ kō parichay mil gayā nā  ! 287Tō sēvā kiyā arthāt apnē puṇya kā khātā jamā kiyā . 288Abhī ējukēśan department yā varg vālō̃ nē chakkar tō lagāyā , bahut achchhā kiyā lēkin ējukēśan department yā varg government kō yah siddha karkē dikhāvē ki sachmuch jō nām hai viśhvavidyālay vō real viśhvavidyālay yahī hai .

155That is okay.

289Abhī mānyatā nahī̃ dilāī hai . 290Tō yē kām abhī rahā huā hai , adhūrā hai abhī .

156However, do you use the knowledge in your actions?

291Tō aisā plan banāō jō government svayã bōlē ki hamārē viśhvavidyālay is vidyālay kē āgē kuchh nahī̃ haĩ .

157Knowledge means soul, Supreme Soul, and the drama. 158Not just in words: knowledge means understanding.

292Agar hai tō yē hai . 293Yahī hai , yahī hai - yē bōlē , tab ējukēśan vālō̃ kō inām dēgē .

159A sensible person becomes successful in everything, by using his sense according to the time.

294Abhī tō yuddha chal rahī hai - ējukēśan hai yā nahī̃ hai  ?

160When you experience a moment of sorrow in your life, what do you think?

295Tō jō real hai , jō satya hai vō siddha tō hōnā hai nā .

161You would say: “I don’t know why I was not able to understand this”.

296Tō thōṛī aur mēhnat karō .

162So, are you sensible?

297Hōnā tō hai lēkin vō bichārē itnē bhaṭak rahē haĩ , jaldī sē bach jāvē̃ .

163Are you knowledgeable? 164Say yes or no! (“Ha ji”) You say “Yes” very well!

298Achchhā , yuvā arthāt divya darpaṇ . 299Samjhā  ?

165A sign of being sensible is that you are never deceived.

300Pravr̥itti vālō̃ sē 301Pravr̥itti vālē kyā karē̃gē  ?

166This is the sign of a knowledgeable soul.

302Bāpdādā pravr̥itti vālō̃ key|kī sadā kis puṣhp sē tulnā kartē haĩ  ? 303 ( kamalapuṣpa sē )

167And the sign of a yogi soul is constantly to have a clean and clear intellect.

304Achchhā tō āp pravr̥itti vālē kamal puṣhp hō  ?

168It should be clean, and also clear.

305Kabhī-kabhī kōī būnd tō nahī̃ lag jātī  ? 306Kōī miṭṭī kā prabhāv tō nahī̃ paṛ jātā  ?

169A yogi will never say “I don’t know, I don’t know” His intellect will always remain clear.

307Tō pravr̥itti vālē is sārī purānī duniyā kō , kamal puṣhp kā tālāb banā dō .

170The sign of being an embodiment of dharna is that you are constantly double light.

308Tālāb K|kē bīch mē̃ kamal puṣhp bahut achchhē lagtē haĩ . 309Tō is purānī duniyā kō kamal puṣhp kā baṛē sē baṛā tālāb banāō , jō jahā̃ bhī dēkhē nā tō kamal hī kamal dikhāī dē̃ .

171No matter how big a responsibility you have, you are constantly an embodiment of dharna, and you constantly remain double light, even if there is a fair (mela) , or a circus (jamela, chaotic and disorganised) .

310Itnī himmat hai  ? 311Diamond jubilee tak banāyēṅgē  ?

172The sign of a serviceable soul is to be constantly a humble instrument.

312Ēk mās mē̃ nahī̃ kahtē lēkin ēk varṣh mē̃ tō banāō .

173So, check all these within yourself.

313Bichārē ātmāō̃ key|kī hālatē̃ dēkhō tō sachmuch rahm ātā hai .

174All of you say that you are Godly students in all four subjects.

314Duniyā key|kī hālat dēkhō aur apnē kō dēkhō-kitanā antar hai  !

175Therefore, signs should be visible. 176So, what will the new ones do?

315Kitnī bātō̃ sē , duḥkhō̃ sē , dardō̃ sē chhūṭ gayē hō . 316Samajhtē hō - duniyā key|kī aisī hālat hai  ?

177You have to make your faith even more strong, otherwise you will move along for two or three years, and then return to the old world.

317Kisī sē bhī pūchhō kyā hālchāl hai tō kahē̃gē ki duniyā kā tō bēhāl hai . 318Aur āpsē pūchhē kyā hall|hāl hai  ?

178Those who return to the old world cannot settle themselves there either: they neither belong to this world nor to that world.

319Khuśhhāl hai . 320Tō duniyā bēhāl aur āp sabhī khuśhhāl .

179Therefore, make your foundation very strong.

321Pakkā hai yā kabhī-kabhī khuśhī kam hōtī hai  ? 322Cum|kam nahī̃ hōnē dēnā .

180Experience the Almighty Authority Father to be with you.

323Tō sabhī pravr̥itti vālē kamal hō nā  ! 324Pakkā yād rakhō ki ham kamal haĩ .

181Even if you have experienced only this one thing, you will pass in everything.

325Nyārē aur bāp K|kē pyārē . 326Achchhā  ! 327Kumāriyō̃ sē 328Kumāriyō̃ key|kī tō mahimā sadā bāpdādā kartē haĩ .

182People have the intoxication of being in the company of an ordinary Prime Minister or a Minister, but this one is the Almighty Authority!

329Kyōṅki kumārī sādhāraṇ kumārī sē viśhva key|kī sēvādhārī kumārī ban gaī . 330Kahā̃ ghar key|kī chār dīvārō̃ mē̃ rahnē vālī aur kahā̃ viśhva K|kē sēvādhārī ban gayē yā ban rahē haĩ . 331Tō kumāriyā̃ apnē kō aisē yōgya samajhtī hō  ? 332Aisē yōgya hō yā ṭōkrī uṭhānē vālī hō  ?

183Achcha.

333Ṭōkrī uṭhātē-uṭhātē tō siradarda kartā hai .

184The centres should be free from obstacles.

334Abhī kumāriyō̃ kō ṭōkrī vālī bannā hai yā tāj vālī bannā hai  ? 335Ṭōkrī chhōṛ dē̃gī  ? 336Ki ṭōkrī uṭhānā zarūrī hai  ?

185If there is any complication over which the teacher is making effort, and yet the atmosphere remains the same, is that service?

337Kumāriyā̃ kyā samajhtī haĩ  ?

186Or is that a jhamela (chaos) ?

338Jō samajhtī haĩ ki naukrī karnī hī paṛēgī , majbūrī hai , vō hāth uṭhāō .

187Did you become a Brahma Kumar or Kumari for this jhamela?

339Majbūrī vālī kōī nahī̃ hai . 340Tō gharō̃ mē̃ kyō̃ baiṭhē hō  ?

188If you want a jhamela, there are many places in the world for this.

341Jab naukrī key|kī āvaśhyaktā nahī̃ tō kyō̃ baiṭhē hō  ? 342Kyō̃ nahī̃ ātē hō maidān mē̃  ?

189But to become a Brahma Kumar or Kumari means to celebrate a mela ~ (meeting) , not to create a jhamela.

343Ghar achchhā lagtā hai  ? 344Chhōṭā sā ghar hai , kōī khiṭkhiṭ nahī̃ hai , mā̃-bāp kā pyār mil rahā hai , ṭhīk hai .

190If you create a jhamela, don’t call yourself a Brahmin, but call yourself a warrior.

345Sēvākēndra par patā nahī̃ kyā-kyā hōgā , kaisē chalē̃gē , chal sakē̃gē yā nahī̃ sakē̃gē , isīliē chār dīvārī ṭhīk hai … aisē samajhtī hō  ? 346Kumāriyō̃ par tō sab yugō̃ mē̃ sē saṅgamyug par viśhēṣh paramātm-kr̥pā hai . 347Agar saṅgam par paramātma kr̥ipā K|kē adhikārī nahī̃ banē tō sārē kalp mē̃ nahī̃ banē̃gē . 348Tō kumāriyō̃ kō paramātma vardān hai yā paramātm-kr̥pā hai , vō kabhī bhī chhōṛnī nahī̃ chāhiyē , lēnī chāhiyē .

191Do not spoil the Brahmin name.

349Samjhā kumāriyō̃ nē  ? 350Ḍarō nahī̃ . 351Ājkal samāchār sunā hai , kaī kumāriyā̃ ḍartī haĩ-patā nahī̃ , patā nahī̃ , patā nahī̃  !

192If you create a jhamela, you are a warrior, not a Brahmin.

352Lēkin sabhī sēvākēndra ēk jaisē nahī̃ hōtē haĩ . 353Agar kōī bāt hai bhī tō baṛō̃ kō dē saktē haĩ .

193Each of you has to become free from creating a jhamela in your mind, words, actions, and relationships.

354Uskē liē kōī kō manā nahī̃ hai .

194There should be no jhamela.

355Agar teacher manā bhī kartī hai tō bāpdādā key|kī chhuṭṭī hai ki kahā̃ sē bhī patra ḍāl saktē hō . 356Sirph kyā hōtā hai-bāpadādā patra kē liē tō kahtē haĩ lēkin lambā bahut likh dētē haĩ . 357Thōṛē mē̃ hī samajh mē̃ ā jātā hai , lēkin lambī kahānī hōgī tō jō charge vālī dēkhēgī nā , vō bhī kinārē rakh dēgī . 358Jab time milēgā tab paṛhēgī .

195Check this every day.

359Aur baṛō̃ tak bhī nahī̃ jāyēgā . 360Unhō̃ kō bhī time milē nā , tab tō āpkā rāmāyaṇ paṛhē̃gē .

196Even waste thoughts are a jhamela - maybe not with others, but in your own mind.

361Isliē lambā nahī̃ likhō . 362Śôrṭakaṭ mē̃ likhō ki yē taklīph hai aur iskī yē salvation chāhiyē .

197Do not think about others, do not look at others, but free yourself from any jhamela.

363Phir spaṣhṭīkaraṇ lēnā hōgā tō baṛē āpkō āpēhī bulāyēṅgē . 364Aur hī madhuban mē̃ ānē kā chance milēgā .

198The Father has told you to raise your anchor away from the old world, so have you raised it?

365Tō lambā nahī̃ likhnā .

199Or are you still anchored?

366Bākī sabkō chhuṭṭī hai , agar kōī aisī ayathārtha bāt hai tō sunā saktē haĩ . 367Ḍarō nahī̃ .

200Do not remain in the darkness of ignorance. 201Should BapDada tell a little of what is in his heart?

368Ḍarnē K|kē kāraṇ apnī paramātm-kr̥pā kā bhāgya nahī̃ ganvāō . 369Samjhā kumāriyō̃ nē  ?

202BapDada sometimes wonders whether the children will really become completely free.

370Na apnē kō taṅg karō , na dūsrē kō taṅg karō . 371Bhāgya achchhā hai .

203This type of thought in BapDada is not right, is it?

372Kumāriyā̃ himmat rakhtī haĩ tabhī centre khul saktē haĩ .

204The father must have faith in the children. 205But sometimes he has a slight doubt.

373Agar kumāriyā̃ himmat nahī̃ rakhtī̃ tō centre bhī nahī̃ khultē .

206The Diamond Jubilee begins in one month, in January.

374Tō lucky tō hō nā .

207Will you become free in one month?

375Sabhī dīdī jī , dādī jī tō kahtē haĩ .

208How much more time do you need?

376Yahī̃ title mil jātā hai . 377Achchhā .

209Raise your hands if you need more time.

378Bākī madhuban vālē yā jō bhī samparka mē̃ gītā pāṭhśhālāyē̃ kahō , upsēvākēndra kahō , jō bhī haĩ sabhī kō bāpdādā abhī apnē samān sampann aur master sarvśhaktimān dēkhnā chāhtē haĩ . 379Sabsē baṛē tē baṛā model madhuban hai . 380Madhuban kaun sā model banātā hai , vah dēkhē̃gē . 381Jō sachchī dil sē sēvā kartē haĩ uskō bāpdādā bhī padmaguṇā mubārak dētē haĩ .

210Achcha.

382Madhuban vālē khātirī tō kartē haĩ nā .

211Those who raised their hands, stand up!

383Chāhē gyān sarōvar mē̃ , chāhē yahā̃ pāṇḍav bhavan mē̃ , khātirī tō kartē haĩ . 384Tō khātirī karnē vālō̃ kō āp sabhī bhī mubārak dē rahē hō nā . 385Tō sārī sabhā key|kī taraph sē mubārak . 386Achchhā , chārō̃ ōr K|kē sadā śhrēṣhṭh bhāgyavān bhāgya vidhātā kō apnā banānē vālē aisī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , sadā bāpdādā K|kē śhrīmat kō sunā aur kiyā aisē sarv sapūt bachchō̃ kō , sadā sēvā mē̃ achal rahnē vālē jhamēlā mukt aur paramātma-milan mēlā manānē vālē sabhī bachchō̃ kō bāpdādā kā yād-pyār aur namastē .

212At least you are honest.

387Acchā-ḍabal vidēśhiyō̃ kō double naśhā hai nā  ?

213Achcha, these ones need time: take their photograph!

388Double vidēśhī arthāt double light , double naśhā aur double bāpdādā aur parivār K|kē pyārē .

214They will be given some more time: do not be afraid. 215Those who want to stand up, you can do so now.

389Samjhā  ? 390Achchhā  ! 391Health mēlā karnē vālō̃ kō bhī mubārak .

216Because you are being truthful, it will happen very quickly.

392Vaisē result achchhī hai aur rahēgī . 393 ( dādiyā̃ bāpdādā K|kē sāmnē baiṭhī haĩ ) teachers kō achchhā chance mil jātā hai .

217If all of you were to become free, then a few others would become free also by holding onto your tail.

394Mēhnat bhī kartī haĩ , yahā̃ thakāvaṭ utar jātī hai . 395Yahā̃ refresh hōtē hō yā yahā̃ bhī party key|kī chintā rahtī hai  ? 396Vaisē tō madhuban key|kī dincharyā aisī set hai jō time bhī nahī̃ hai . 397Busy rahnē chāhē , classes kā lābh uṭhānā chāhē tō student kō phursat miltī hai  ?

218Achcha - is this lesson firm?

398Madhuban mē̃ free hōtē hō  ?

219All the youth, raise your hands!

399Pāṇḍavō̃ sē pūchhtē haĩ ki classes mē̃ busy rahtē hō , kyā hōtā hai  ?

220The majority of new ones are youth - you are a matter of great pride for this institution.

400Madhuban mē̃ yahā̃ vahā̃ key|kī bātē̃ karnē kā free time miltā hai  ? 401Classes mē̃ busy rahtē hō  ? 402Sabhī classes aṭēṇḍa kartē hō  ?

221All of you youth should perform such wonders that the Father is visible through the activity and transformation of each one of you.

403Classes zarur aṭēṇḍa karnā chāhiyē kyōṅki har ēk ratna mē̃ bāpdādā vā ḍrāmānusār kōī na kōī viśhēṣhtā bharī huī hai . 404Tō class kōī bhī karāvē . 405Aisē nahī̃ phalānē kā class hai tō sabhī bhāgō aur kōī dūsrē kā hai tō ādhā ghūmnā … . 406Kōī bhī class karātā hai usmē̃ viśhēṣhtā hōtī hai .

222You have to make yourself a divine mirror.

407Aur āp lōgō̃ kē pās sabhī tō pahũch bhī nahī̃ saktē . 408Yahī̃ miltē haĩ .

223From your face, others should be able to see an angel, or an embodiment of divine virtues.

409Tō jinhō̃ nē sabhī class aṭēṇḍa kiyē haĩ , ēk bhī miss nahī̃ kiyā hai , vah hāth uṭhāō . 410Achchhā , teachers apnē kām utārtī haĩ . 411Āp ēk tō official round lagānē jātē hō vō tō achchhī bāt hai , lēkin class K|kē time jō class chhōṛ karkē aur kahā̃ ghūmnē gayē haĩ vō hāth uṭhāō .

224So become a mirror, will you not?

412Tō abhī aisē nahī̃ karnā .

225Householders raise your hands!

413Class key|kī kaī bātē̃ samay par barōbar kām mē̃ āyēṅgī . 414Abhī suntē hō , tō samajhtē hō bahut sun liyā . 415Lēkin kōī-kōī point aisē time mē̃ kām par ātī haĩ jō āp andar hī andar śhukriyā mānē̃gē , isliē busy rahō . 416Madhuban mānā paṛhāī mē̃ busy .

226There are many.

417Bākī khāō piyō mauj karō , vō bhalē karō lēkin time par .

227BapDada always compares the householders with lotus flowers.

418Achchhā hai , nayō̃-nayō̃ kō tō naī bātē̃ miltī haĩ .

228So, are you sometimes affected by a water drop?

419Paṛhāī mē̃ attention bahut zarūrī hai .

229You are not sometimes influenced by any mud are you?

420Paṛhāī mānā sirph sunnā nahī̃ . 421Paṛhāī kā arth|earth hai sunnā aur karnā .

230The householders have to make the entire old world, and the souls of the world, into a lotus pond.

422Achchhā , sab khuśhhāl tō haĩ hī . 423Bēhāl nahī̃ , khuśhhāl hō .

231A lotus looks very beautiful in the middle of a pond.

424Achchhā . 425 ( ējukēśan abhiyān K|kē bhāī-bahanē̃ bāpdādā K|kē sāmnē khaṛē huē ) achchhā hai , sēvā kā phal , madhuban mē̃ ānē key|kī chhuṭṭī mil gaī .

232So, make this world into the greatest lotus pond, so that wherever people look they see only lotus flowers.

426Lēkin inām tabhī dēgē jab government sē kahalavāyēṅgē .

233Remember firmly that you are lotus flowers, detached and loved by the Father. 234Achcha.

427Kahnē sē bhī kuchh nahī̃ hōtā . 428Yē tō official likhā-paṛhī hō . 429Kahnē mē̃ tō prime minister bhī kahkar gayā-bahut achchhā hai , bahut achchhā hai . 430Tō chāhē doctors , ējukēśan vālē vā injīniyarsa ādi , jō bhī sēvā arth|earth rally nikāltē haĩ vō achchhā hai .

235To the elevated most fortunate souls in all directions, who constantly make the Bestower of Fortune belong to them.. to the worthy children who constantly listen to BapDada’s shrimat, and put it into practice.. to all those obedient children who constantly remain unshakeable in service, become free from any chaos, and who celebrate a meeting with God: BapDada’s love, remembrance, and namaste.

431Tō mubārak hō . 432Achchhā  ! 433Ōm śhānti .

236* * * O MS H A N T I * * *