बुधवार 13 दिसंबर 1995 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 113-12-95 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 13-12-1995 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2 vyarth bōl , disturb karnē vālē bōl sē svayã kō mukt kar bōl key|kī economy karō
1Today, together with seeing all of you children here, BapDada is also seeing the souls in all directions.
3Āj bāpdādā chārō̃ ōr key|kī ātmāō̃ kō āp sabhī kē sāth dēkh rahē haĩ .
2Children from all four directions are in their subtle forms in front of BapDada.
4Chārō̃ ōr K|kē bachchē ākār rūp sē bāpdādā K|kē sāmnē haĩ .
3Baba is seeing the double gathering: the physical and the subtle gatherings.
5Double sabhā , sākārī aur ākārī dōnō̃ kitnī baṛī sabhā hai . 6Bāpdādā dōnō̃ sabhā K|kē bachchō̃ kō dēkh harṣhit hō rahē haĩ .
4Both gatherings are so huge. 5BapDada is happy seeing the children of both gatherings, because Baba sees all children in two special forms.
7Kyōṅki bāpdādā her|har bachchē kō viśhēṣh dō rūpō̃ sē dēkh rahē haĩ .
6One is that each child is an ancestor of all human souls.
8Ēk - har ēk bachchā is sarv manuṣhyātmāō̃ K|kē pūrvaj , sārē vr̥ikṣha kā foundation hai .
7You are the foundation of the entire tree, because the entire tree emerges from the roots, and, secondly, elders are called the ancestors.
9Kyōṅki jaṛ sē sārā vr̥ikṣha nikaltā hai aur dūsrē rūp mē̃ pūrvaj baṛē kō bhī kahtē haĩ .
8So, it is you souls who have a part at the beginning of the world, and this is why you are the greatest of all.
10Tō sr̥iṣhṭi K|kē ādi mē̃ āp ātmāō̃ kā hī part hai .
9Because of this you are the ancestors of all souls.
11Isliē baṛē tē baṛē hō , is kāraṇ sarv ātmāō̃ K|kē pūrvaj hō .
10As well as this, you Brahmin souls are the first creation of the highest-on-high Father.
12Sāth-sāth ūñchē tē ūñchē bāp key|kī pahlī rachnā āp brāhmaṇ ātmāyē̃ hō . 13Tō jaisē ūñchē tē ūñchā bhagvan hai vaisē baṛē tē baṛē pūrvaj āp hō .
11Therefore, just as God is the Highest on High, so, too, you are the greatest of all ancestors, and so Baba is happy to see so many ancestor children.
14Tō itnē sārē pūrvaj bachchō̃ kō dēkh bāp harṣhit hōtē haĩ .
12You are also happy knowing that you are the ancestors, are you not?
15Āp bhī harṣhit hōtē hō ki ham pūrvaj haĩ - usī niśhchay aur naśhē mē̃ rahtē hō ?
13Do you maintain this faith and intoxication? 14Do those at the back maintain this?
16Tō bāpdādā āj pūrvajō̃ key|kī sabhā dēkh rahē haĩ .
15So, today, BapDada is seeing the gathering of ancestors.
17Āp sabhī jō bhī bāp K|kē bachchē hō , māyā sē bachē huē hō .
16All of you children of the Father are safe from Maya.
18Bachchē kā arth|earth hī hai bāp kā bannā arthāt bachchē bannā . 19Tō māyā sē bachē huē bāp K|kē bachchē bantē haĩ .
17To be a child means to belong to the Father, that is, to be His child, and so you are safe from Maya.
20Āp sabhī māyā sē bachē huē hō nā ? 21Ki kabhī chakkar mē̃ ā jātē hō ?
18Those who are safe from Maya become the Father’s children.
22Kahtē haĩ nā aisā bhī cakravyuh hōtā hai jō bahut tarīkē sē nikalnā hōtā hai .
19So, all of you are safe from Maya, are you not? 20Or, do you sometimes come into the spinning of Maya?
23Tō kōī bhī māyā K|kē cakravyuh mē̃ phansnē vālē tō nahī̃ hō ? 24Kyā kōī chakkar hai ? 25Bachē huē hō ? 26 ( hā̃ jī ) aisē nahī̃ karnā ki yahā̃ hā̃ jī karkē jāō aur vahā̃ jākar kahō nā jī .
21It is said: “there are many ways to free yourself from this vicious circle” (chakra-vyuha - a military formation in a circular grid which the enemy has to break through).
27Jab ēk bār chakkar sē nikalnē kā rāstā yā vidhi ā gaī , tō phir phansnē key|kī tō bāt hī nahī̃ hai .
22So, none of you are going to be trapped in Maya’s vicious circle, are you? 23Is there any spinning?
28Māyā kō bhī achchhī tarah sē jān gayē hō nā ki kabhī anjān ban jātē hō ? 29Phir kahtē haĩ hamkō tō patā hī nahī̃ paṛā ki yē māyā hai .
24Are you safe from that? (“Ha ji”) It shouldn’t be that you say “Ha ji” while you are here, and then, when you return, you say “Na ji”.
30Kyōṅki jaisē ājkal kā fashion hai bhinn-bhinn face bahut pahan lētē haĩ . 31Abhī-abhī kyā banē̃gē , abhī-abhī kyā banē̃gē .
25Once you have learnt the art of breaking through this circle, then there is no question of being trapped.
32Tō māyā kē pās bhī yē phaṅsānē K|kē face bahut haĩ .
26You know Maya very well, don’t you?
33Uskē pās|pass achchhā baṛā dukān hai .
27Or, do you become ignorant at times?
34Jis samay jō rūp dhāraṇ karnā chāhē us samay kar lētī hai .
28Then you say that you didn’t realise that it was Maya.
35Aur agar jānē-anjānē phans gayē tō nikalnē mē̃ bahut time lagtā hai . 36Aur saṅgam kā ēk second vyarth jānā arthāt ēk varṣh ganvānā hai , second nahī̃ .
29Nowadays, the fashion is to put on a different face: one minute, they will be one thing and the next minute they will be something else.
37Āp sōchō saṅgamyug kitnā chhōṭā hai .
30Maya also has different faces to trap you.
38Abhī tō diamond jubilee manā rahē hō aur is thōṛē sē samay mē̃ jō bannā hai , jō jamā karnā hai vō abhī ban saktē haĩ . 39Tō bāpdādā dēkh rahē thē ki bannē kā samay kitnā thōṛā hai aur bantē hō sārā kalp .
31Maya has a very good, large shop. 32She adopts whatever form she wants at any time, and if you get trapped in that - whether knowingly or unknowingly - it will take you a long time to extricate yourself from it.
40Tō kahā̃ 5 hazār aur kahā̃ abhī 60 varṣh , chalō āgē kitnā bhī samay hōgā lēkin hazārō̃ K|kē gintī mē̃ tō nahī̃ hōgā nā ! 41Tō is thōṛē sē samay mē̃ rājya adhikārī bannē vā royal family mē̃ ānē kē liē kyā karnā hōgā ? 42Vaisē saṅkhyā K|kē hisāb sē satyug mē̃ viśhva kā takht sabhī kō tō mil bhī nahī̃ saktā . 43Mānō̃ pahlē lakṣhmī-nārāyaṇ tō takht par baiṭhē̃gē lēkin jō pahlē lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī royal family hai , unhō̃ kō bhī itnā hī sabhī dvārā snēh aur sammān miltā hai .
33Just think how short the Confluence Age is!
44Tō agar pahlī rājdhānī K|kē royal family mē̃ bhī ātē haĩ tō vō pahlā number haĩ .
34To waste one second of the Confluence Age means to waste one year, not just one second.
45Chāhē baṛē takht par nahī̃ baiṭhtē lēkin prālabdh number one K|kē hisāb sē hī hai . 46Nahī̃ tō āp sabhī lōgō̃ kō trētā tak bhī takht thōṛē hī milēgā .
35You will now be celebrating the Diamond Jubilee, and whatever you want to become - however much you want to accumulate in this short time - you can become that now.
47Lēkin viśhva rājya adhikārī kā lakṣhya sabhī kā hai nā ? 48Ki vahā̃ bhī ēk state K|kē rājā ban jāyēṅgē ?
36So, BapDada was seeing that there is such a short time to become this, and that you become this for the entire cycle.
49Tō pahlē number K|kē royal family mē̃ ānā yē bhī śhrēṣhṭh purūṣhārth hai .
37There is such a huge difference between 5000 years and 60 years now!
50Kōī kō takht miltā aur kiskō royal family miltī hai . 51Iskē bhī guhya rahasya haĩ .
38OK, it doesn’t matter how much more time there is, but at least it is not in the region of thousands of years.
52Jō sadā saṅgam par bāp K|kē dil takhtnaśhīn svataḥ aur sadā rahtā hai , kabhī-kabhī nahī̃ , jō sadā ādi sē ant tak svapn mātra bhī , saṅkalp mātra bhī pavitratā K|kē vrat mē̃ sadā rahā hai , svapn tak bhī avitratā kō touch nahī̃ kiyā hai , aisī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ takhtnaśhīn hō saktī haĩ . 53Jisnē chārō̃ hī subject mē̃ achchhē marks liyē haĩ , ādi sē ant tak achchhē number sē pās|pass huē haĩ , usī kō hī pass with honour kahā jātā hai . 54Bīch-bīch mē̃ marks kam huī haĩ phir make up kiyā hai , make up vālā nahī̃ lēkin ādi sē chārō̃ hī subject mē̃ bāp K|kē dil pasand haĩ vō takht lē saktā hai . 55Sāth-sāth jō brāhmaṇ saṅsār mē̃ sarv K|kē pyārē , sarv K|kē sahyōgī rahē haĩ , brāhmaṇ parivār har ēk dil sē sammān kartā hai , aisā sammāndhārī takht naśhīn ban saktā hai .
39So, what would you have to do in this short time to become one who has a right to the kingdom in the Golden Age (satyug) , or to become part of the royal family?
56Agar in bātō̃ mē̃ kisī na kisī mē̃ kamī hai tō vō number-vār royal family mē̃ ā saktā hai .
40In terms of numbers, not everyone will get the throne of the kingdom of the world.
57Chāhē pahlī mē̃ āvē , chāhē āṭhvī̃ mē̃ āē , chāhē trētā mē̃ āē . 58Tō agar takhtnaśhīn bannā hai tō in sabhī bātō̃ kō check karō .
41Okay, Lakshmi and Narayan the First will be seated on the throne, but their royal family will also receive just as much love and regard.
59Agar sēvā mē̃ 100 marks jamā haĩ aur dhārṇā mē̃ 25 percent tō kyā hōgā ? 60Vō adhikārī banēgā ?
42So, if you become part of the royal family of the first kingdom, that is also like the first number.
61Kaī bachchē aur subject mē̃ āgē chalē jātē haĩ lēkin practical dhārṇā mē̃ jaisā samay hai vaisā apnē kō mould karnā vō hai real gold .
43You may not be seated on the main throne, but your reward is in terms of the first number. 44Otherwise, not all of you will receive the throne even until the Silver Age.
62Kahā̃-kahā̃ māyā bachchō̃ sē bhī hōśhiyār hō jātī hai .
45However, all of you have the aim of being world sovereigns, don’t you?
63Vō phaṭ sē samay pramāṇ svarūp dhāraṇ kar lētī hai aur bachchē kyā kahtē haĩ ?
46Or, will you become a king of one of the states there?
64Bāp kē pās tō sabkī bātē̃ ātī haĩ nā ! 65Mānō ēk wrong hai aur dūsrā right hai .
47So, to have the reward of the first number in the royal family also requires elevated effort.
66Aisē bhī hōtā hai ki dōnō̃ taraph key|kī kōī nā kōī kamī hōtī hai lēkin mānō̃ āp bilkul hī apnē kō right samajhtē hō aur dūsrā bilkul hī wrong hai , tō āp right hō aur vō wrong hai phir bhī jaisā samay , jaisā vāyumaṇḍal dēkhā jātā hai vaisē apnē kō hī , chāhē samānā paṛtā hai , chāhē miṭānā paṛtā hai , chāhē kinārā karnā paṛtā hai , lēkin bachchē kyā kahtē haĩ ki kyā her|har bāt mē̃ her|har samay hamkō hī marnā hai kyā ! 67Marnē K|kē liyē ham haĩ aur mauj manānē kē liē yē haĩ ! 68Sadā hī marnā hai , yē marnā tō bahut muśhkil hai , marjīvā tō ban gayē vō tō sahaj hai . 69Brahmākumār , brahmākumārī ban gayē yē bhī tō marjīvā banē nā !
48Some receive the throne, and some become part of the royal family.
70Yē marnā tō bahut sahaj hō gayā . 71Mar gayē , brahmākumārī ban gayē .
49There is a deep significance in this too.
72Lēkin yē bārabār kā marnā yē bahut muśhkil hai ! 73Muśhkil hai nā ? 74Chhōṭiyā̃ kahtī haĩ ki hamkō hī jyādā marnā paṛtā hai aur baṛē kahtē haĩ ki hamkō hī jyādā sunnā paṛtā hai . 75Tō āpkō sahan karnā paṛtā , unhō̃ kō sunnā paṛtā , tō marnā kiskō hai ?
50The elevated souls who will be seated on the throne are those who, at the Confluence Age, constantly and naturally remain seated on the heart-throne of the Father, not just sometimes, but from the beginning until the end, even in their dreams and thoughts: those who maintain their vow of purity, who have not touched impurity even in their dreams.
76Kaun marē̃ ? 77Ēk marē , dōnō̃ marē̃ ? 78Dōnō̃ hī mar gayē tō bāt khatm , khēl khatm . 79Tō marnā ātā hai yā thōṛā muśhkil lagtā hai ?
51Only those who have claimed good marks in all four subjects - and have passed with a good number from the beginning until the end - are said to have passed with honours.
80Thōṛā sāns hāmphtā haĩ , muśhkil sāns nikaltā hai . 81Taklīph hōtī hai ? 82Us samay jab kahtē hō nā ki kyā hamē̃ hī marnā hai , hamē̃ hī badalnā hai , kyā mērī hī jimmēvārī hai badalnē key|kī ?
52Not that you claim fewer marks now and again, and then have to catch up: but it is only those who, from the beginning, have done everything that the Father likes, in all four subjects, who can claim the throne.
83Dūsrē key|kī bhī tō hai ! 84Ādhā-ādhā bāṇṭ lō-tum itnā marō , maĩ itnā marū̃ . 85Bāpdādā kō tō us samay rahm bhī bahut ātā hai lēkin yē marnā , marnā nahī̃ hai .
53As well as this, only those who are loved by everyone in the Brahmin family - those who co-operate with everyone, and who have won regard from the hearts of everyone in the Brahmin family - will claim the throne.
86Yē marnā sadā K|kē liyē jīnā hai . 87Lōg kahtē haĩ nā ki binā marē svarg nahī̃ milēgā . 88Tō us marnē sē tō svarg miltā nahī̃ lēkin is marnē sē svarg kā adhikār zarur milēgā .
54If you are lacking in these aspects in one way or another, it is possible that you may become part of the royal family, but number-wise. 55You can come in the first number, the eight, or in the Silver Age.
89Isliē yē marnā arthāt svarg kā adhikārī bannā .
56If you want to be seated on the throne, check yourself in these aspects.
90Ḍar jātē hō nā-maranā paṛēgā , marnā paṛēgā , sahan karnā paṛēgā tō chhōṭī bāt baṛī hō jātī hai .
57What would happen if you have accumulated 100 percent marks in service but only 25 percent in your dharna? 58Would such a soul have a right?
91Āp sōchō kōī bhī ḍākū yā chōr hai nahī̃ lēkin āpkō ḍar baiṭh gayā ki ḍākū hai , chōr hai tō bhay sē kyā hōtā hai ?
59Many children go ahead in other subjects, but to be real gold is to be able to mould yourself according to the time, through your practical dharna.
92Bhay sē yā tō heart nīchē-ūpar hōgī yā blood pressure nīchē-ūpar hōgī .
60Sometimes, Maya becomes even more clever than the children: she instantly adopts a form according to the time.
93Ḍar sē hōtā hai nā ?
61What do the children then say?
94Tō ḍar jātē hō .
62Baba gets to hear of everyone.
95Marnā baṛī bāt nahī̃ hai lēkin āpkā ḍar baṛī bāt banā dētā hai phir kahtē haĩ patā nahī̃ hamkō kyā hōtā hai , patā nahī̃ !
63The children say that one person is wrong and the other one is right. 64It sometimes also happens that both sides may be lacking something.
96Lēkin jaisē himmat sē marjīvā bannē mē̃ bhay nahī̃ kiyā , khuśhī-khuśhī sē kiyā , aisē khuśhī-khuśhī sē parivartan karnā hai . 97Marnā śhabda nahī̃ hai lēkin āpnē marnā-marnā śhabda kah diyā hai isliē ḍar jātē haĩ . 98Vāstav mē̃ yē marnā nahī̃ hai lēkin apnē dhārṇā key|kī subject mē̃ number lēnā hai .
65But even if you consider yourself to be absolutely right, and even if the other one is absolutely wrong, and you understand this, then - even though you are right and the other one is wrong - you may have to accommodate something within yourself, according to the time and atmosphere. 66You may have to die.
99Sahan karnē mē̃ ghabrāō mat .
67You may have to step away.
100Kyō̃ ghabrātē hō ?
68However, what do children say?
101Kyōṅki samajhtē hō ki jhūṭhī bāt mē̃ ham sahan kyō̃ karē̃ ?
69“Is it always I who have to die in every situation, every time?
102Lēkin sahan karnē key|kī āgyā kisnē dī hai ? 103Jhūṭh bōlnē vālē nē dī hai ?
70Is it that I am here for dying for others, and that the others are here for enjoying themselves?
104Kaī bachchē sahan kartē bhī haĩ lēkin mazbūrī sē sahan karnā aur mōhabbat mē̃ sahan karnā , ismē̃ antar hai .
71I always have to die! it is very difficult to die in this way.” 72You have died a living death, and that is easy.
105Bāt K|kē kāraṇ sahan nahī̃ kartē hō lēkin bāp key|kī āgyā hai sahanśhīl banō .
73You have become a Brahma Kumar or a Brahma Kumari and so you have died alive.
106Tō bāp key|kī āgyā māntē hō tō paramātmā key|kī āgyā mānnā yē khuśhī key|kī bāt hai nā ki majbūrī hai .
74This dying has been very easy. 75You died and you became a BK. 76But to die again and again in this way is very difficult.
107Tō kaī bār sahan kartē bhī hō lēkin thōṛā mix hōtā hai , mōhabbat bhī hōtī hai , majbūrī bhī hōtī hai .
77It is difficult, is it not? 78The young ones say that they have to die more often, and the older ones say that they have to listen to a lot more!
108Sahan kar hī rahē hō tō kyō̃ nahī̃ khuśhī sē hī karō .
79So, you have to tolerate a lot, and they have to listen to a lot.
109Majbūrī sē kyō̃ karō !
80And so who has to die?
110Vō vyakti sāmnē ātā hai nā tō majbūrī lagtī hai aur bāp sāmnē āvē , ki bāp key|kī āgyā pālan kar rahē haĩ tō mōhabbat lagēgī , majbūrī nahī̃ . 111Tō yē śhabda nahī̃ sōchō . 112Ājkal yē thōṛā common hō gayā hai - marnā paṛēgā , marnā paṛēgā , kab tak marnā paṛēgā , ant tak yā dō sāl , ēk sāl , 6 mās , phir tō achchhā mar jāyē̃ … lēkin kab tak marnā hai ? 113Lēkin yah marnā nahī̃ hai adhikār pānā hai .
81Who should die?
114Tō kyā karē̃gē ?
82Should one die?
115Marē̃gē ?
83Should both die?
116Yah marnā śhabda khatm kar dō . 117Marnā sōchtē hō nā tō marnē sē tō ḍar lagtā hai nā .
84If both of you die, then the situation is resolved, the game is over. 85So, do you know how to die?
118Dēkhō apnī mr̥ityu tō chhōṛō , kōī-kōī tō dūsrē key|kī mr̥ityu dēkhkar bhī ḍar jātē haĩ . 119Tō yē śhabda parivartan karō , aisē-aisē bōl nahī̃ bōlō .
86Or, do you find it difficult? 87When you only have a little breath - you are breathless, and you are not even able to breathe there is then some difficulty, isn’t there?
120Śhuddha bhāṣhā bōlō . 121Brāhmaṇō̃ key|kī dictionary mē̃ yah śhabda hai hī nahī̃ .
88At that time, you say: “Is it always I who have to die, I who have to change?..
122Patā nahī̃ kisnē śhurū kiyā hai .
89Is it just my responsibility to change?..
123Kiyā tō āp lōgō̃ mē̃ sē hī hai nā !
90Others also have this responsibility”.
124Āp mānā jō sāmnē baiṭhē haĩ , vah nahī̃ . 125Brāhmaṇō̃ nē hī kiyā hai . 126Bāpdādā nē yē tō ēk misāl sunāyā lēkin sārē din mē̃ aisē vyarth bōl yā mazāk K|kē bōl bahut bōltē haĩ , achchhē śhabda nahī̃ bōlē̃gē , lēkin kahē̃gē mērā bhāv nahī̃ thā , yah tō mazāk mē̃ kah diyā . 127Tō aisā mazāk kyā brāhmaṇ jīvan mē̃ āpkē niyamō̃ mē̃ hai ?
91You have to share it between yourselves?
128Likhā huā tō nahī̃ hai ? 129Kabhī paṛhā hai ki mazāk kar saktē haĩ ?
92“You die to this extent, and I will die to this extent”?
130Mazāk karō lēkin gyānyukt , yōgyukt .
93At that time, BapDada also feels mercy.
131Bākī vyarth mazāk jiskō āp mazāk samajhtē hō lēkin dūsrē key|kī sthiti ḍagmag hō jātī hai , tō vah mazāk huā yā duḥkh dēnā huā ? 132Tō āj bāpdādā nē dēkhā ki ēk tō sabhī pūrvaj haĩ aur dūsrā sabsē baṛē tē baṛē pūjya ātmāyē̃ bhī āp hō . 133Āp jaisī pūjā sārē kalp mē̃ kiskī nahī̃ hōtī . 134Tō pūrvaj bhī hō aur pūjya bhī .
94But this dying is not dying.
135Lēkin pūjya bhī number-vār haĩ .
95This dying is to live for all time.
136Jō bhī brāhmaṇ bantē haĩ unkī pūjā hōtī zarur hai lēkin kiskī vidhipūrvak hōtī hai aur kiskī kām chalāū hōtī hai .
96People say that you can’t go to heaven without dying. 97However, through this dying, you will definitely claim a right to heaven.
137Tō jō brāhmaṇ yahā̃ bhī yōg mē̃ baiṭhtē haĩ lēkin kām chalāū , kuchh nīnd kiyā , kuchh yōg kiyā , kuchh vyarth sōchā aur kuchh śhubh sōchā . 138Tō yah kām chalāū huā nā ! 139Saphēd battī jal gaī , kām pūrā hō gayā .
98Therefore, to die in this way means to claim a right to heaven. 99When you become afraid - thinking that you will have to die, that you will have to tolerate a great deal - a small thing then becomes something huge.
140Aisē dhārṇā mē̃ bhī kām chalāū bahut hōtē haĩ . 141Kōī bhī circumstance āyēgā tō kahē̃gē abhī tō aisē karkē chalāō , pīchhē dēkhā jāyēgā .
100For instance, although there may not be any thugs or thieves around, when you have the fear in yourself that there is a thief around, what happens because of that fear?
142Tō aisō̃ key|kī pūjā kām chalāū hōtī hai . 143Dēkhō lākhō̃ sālagrām banātē haĩ lēkin kyā hōtā hai ?
101Because of fear, either your heartbeat will fluctuate, or your blood pressure will fluctuate.
144Vidhipūrvak pūjā hōtī hai ?
102This happens because of fear, does it not?
145Kām chalāū hōtī hai nā !
103You become afraid.
146Pipe sē nahlā diyā aur tilak bhī kaṭōrī bharkē paṇḍit lōg aisē-aisē kar dētē haĩ .
104And so the dying is not a big thing, but your fear makes something small into something huge.
147 ( chhiṛak dētē haĩ ) tilak lag gayā .
105Then, you say: “I don’t know what happens to me..
148Tō yē kyā huā ?
106I don’t know”.
149Kām chalāū huā nā . 150Pūjya sabhī bantē hō lēkin kaisē pūjya bantē hō vō number-vār hai . 151Kiskī her|har karma key|kī pūjā hōtī hai .
107However, just as you didn’t have any fear of dying alive - but you had courage, and you died in great happiness - in the same way, you have to happily bring about transformation.
152Dātan ( dātūn ) kā bhī darśhan hōtā hai , dātan hō rahā hai .
108Because you use the word “die”, you become afraid.
153Mathurā mē̃ jāō tō dātan kā bhī darśhan karātē haĩ , is samay dātan kā samay hai .
109In fact, this is not dying, but claiming a good number in the subject of dharna.
154Tō kām chalāū nahī̃ bannā . 155Nahī̃ tō pūjā bhī aisī hōgī .
110Do not be afraid of having to tolerate anything.
156Teachers kyā samajhtī hō ?
111Why do you become afraid?
157Āgē baiṭhtī hō tō number bhī āgē lēnā hai nā ! 158Cum|kam nahī̃ rah jānā .
112Is it because you feel: “Why should I tolerate something that is not true?”
159Naśhā rakhō ki ham pūrvaj bhī haĩ aur pūjya bhī haĩ .
113However, who gave you the order to tolerate?
160Tō jitnē baṛē , utnī baṛī jimmēvārī hai .
114Did the one who told lies give you this order?
161Baṛā bannā sirph khuśh hōnē vālī bāt nahī̃ hai . 162Nām baṛā tō kām bhī baṛā . 163Sabhī teachers khuśh hō ?
115Very many children do tolerate, but there is a difference between tolerating out of compulsion, and tolerating out of love.
164Yā kōī-kōī ichchhā abhī bhī man mē̃ hai ? 165Kōī bhī ichchhā hōgī tō achchhā bannē nahī̃ dēgī .
116You are not tolerating because of the situation, but it is Baba’s direction to be tolerant.
166Yā ichchhā pūrṇ karō yā achchhā banō . 167Āpkē hāth mē̃ hai . 168Aur dēkhā jātā hai ki yē ichchhā aisī chīz hai jaisē dhūp mē̃ āp chaltē hō tō āpkī parchhāī āgē jātī hai aur āp uskō pakaṛnē key|kī kōśhiśh karō , tō pakaṛī jāyēgī ?
117So, to accept the Father’s directions is accepting God’s directions, and so is that a matter of happiness or compulsion? 118Sometimes, you do tolerate, but it is mixed: there is love as well as compulsion.
169Aur āp pīṭh karkē ā jāō tō vō parchhāī kahā̃ jāyēgī ?
119Since you are tolerating, then why not tolerate happily?
170Āpkē pīchhē-pīchhē āyēgī .
120Why should you do it out of compulsion?
171Tō ichchhā apnē taraph ākarṣhit kar rūlānē vālī hai aur ichchhā kō chhōṛ dō tō ichchhā āpkē pīchhē-pīchhē āyēgī . 172Māṅgnē vālā kabhī bhī sampann nahī̃ ban saktā .
121When any person comes in front of you, you feel it to be compulsion, but if the Father comes in front of you, and you are following the Father’s orders, it will feel like love, not compulsion.
173Aur kuchh nahī̃ māṅgtē hō lēkin royal māṅg tō bahut hai .
122So, don’t think of this word (dying) . 123Nowadays, it has become a little common.
174Jāntē hō nā-rôyal māṅg kyā hai ? 175Alpkāl kā kuchh nām mil jāyē , kuchh śhān mil jāyē , kabhī hamārā bhī nām viśhēṣh ātmāō̃ mē̃ ā jāyē , ham bhī baṛē bhāiyō̃ mē̃ ginē jāyē̃ , ham bhī baṛī bahanō̃ mē̃ ginē jāyē̃ , āākhir hamkō bhī tō chance milnā chāhiē . 176Lēkin jab tak maṅgtā hō tab tak kabhī khuśhī K|kē khazānē sē sampann nahī̃ hō saktē . 177Yē māṅg kē pīchhē yā kōī bhī had key|kī ichchhāō̃ kē pīchhē bhāgnā aisē hī samjhō jaisē mr̥igatr̥iṣhṇā hai .
124“I will have to die; I will have to die.
178Issē sadā hī bachkar rahō .
125How much will I still have to die?
179Chhōṭā rahnā kōī kharāb bāt nahī̃ hai .
126Till the end, for two years, one year, six months?
180Chhōṭē subhān allāh haĩ .
127Then okay, let me die!
181Kyōṅki bāpdādā K|kē dil par number āgē haĩ .
128How much more do I have to die?”
182Alpkāl key|kī ichchhā kā anubhav karkē dēkhā hōgā , tō rūlātī hai yā haṅsātī hai ?
129This dying is not dying but asking for your rights. 130So, what will you do?
183Rūlātī hai nā !
131Will you die?
184Tō rāvaṇ key|kī āgyā hai rūlāō , āp tō bāp K|kē hō nā tō bāp haṅsānē vālā hai yā rūlānē vālā ? 185Āj bāpdādā viśhēṣh is par attention dilā rahē haĩ ki vyarth bōl jō kiskō bhī achchhē nahī̃ lagtē , āpkō achchhā lagtā hai lēkin dūsrē kō achchhā nahī̃ lagtā , tō sadā kē liē us śhabda kō samāpt kar dō . 186Aisē sārē din mē̃ agar bāpdādā apnē pās|pass bachchō̃ K|kē śhabda note karē tō kāphī file ban saktī hai . 187Yah apśhabd , vyarth śhabda , zōr sē bōlnā … yē zōr sē bōlnā bhī vāstav mē̃ anēkō̃ kō disturb karnā hai .
132Stop using the words “to die”.
188Yē nahī̃ bōlō-mērā tō āvāz hī baṛā hai . 189Māyājīt ban saktē hō aur āvāz jīt nahī̃ ban saktē !
133Because you think of the word “dying”, there would of course be fear of dying.
190Tō aisē kisī kō bhī disturb karnē vālē bōl aur vyarth bōl nahī̃ bōlō .
134Let alone your own death, some even become afraid when they see someone else’s death.
191Bāt hōtī hai dō śhabdō̃ key|kī lēkin ādhā ghaṇṭā us bāt kō bōltē rahē̃gē , bōltē rahē̃gē . 192Tō yē jō lambā bōl bōltē hō , jō chār śhabdō̃ mē̃ kām hō saktā hai vō 12-15 śhabda mē̃ nahī̃ bōlō . 193Āp lōgō̃ kā slōgan hai cum|kam bōlō , dhīrē bōlō . 194Tō jō kahtē haĩ nā hamārā āvāz bahut baṛā hai , ham chāhtē nahī̃ haĩ lēkin āvāz hī baṛā hai , tō vō galē mē̃ ēk slōgan lagākar ḍāl lēvē̃ .
135So, stop using this word: do not use such words.
195Hōtā kyā hai ?
136Use auspicious words.
196Āp lōg tō apnī dhun mē̃ zōr sē bōl rahē hō lēkin ānē-jānē vālē sun karkē yē nahī̃ samajhtē haĩ ki iskā āvāz baṛā hai .
137These words do not exist in the Brahmin dictionary. 138No one knows who invented these words. 139It must have been one of you.
197Vō samajhtē haĩ patā nahī̃ jhagaṛā hō rahā hai . 198Tō yē bhī disservice huī .
140“You” does not mean those who are sitting in front of Baba, but all Brahmins.
199Isliē āj kā pāṭh dē rahē haĩ - vyarth bōl yā kisī kō bhī disturb karnē vālē bōl sē apnē kō mukt karō .
141BapDada has just given an example. 142There are many such wasteful words that are spoken jokingly throughout the day.
200Vyarth bōl mukt .
143They will not use good words.
201Phir dēkhō avyakt phariśhtā bannē mē̃ āpkō bahut madad milēgī . 202Bōl , bōl , bōl , bōltē hī rahtē hō .
144They won’t even say that that wasn’t their intention, but that they just said it jokingly for the sake of it.
203Agar bāpdādā tape bharkar āpkō sunāyē nā tō āpkō bhī hansī āyēgī .
145So is such fun-making a discipline in your Brahmin life?
204Tō kyā pāṭh pakkā kiyā hai ?
146It is not written anywhere.
205Bōl key|kī economy karō , apnē bōl key|kī value rakhō .
147Have you ever read anywhere that you can make fun?
206Jaisē mahātmāō̃ kō kahtē haĩ nā-satya vachan mahārāj tō āpkē bōl sadā sat vachan arthāt kōī na kōī prāpti karānē vālē vachan hō̃ .
148Have fun, but let it be immersed in knowledge and yoga, because making the fun which you regard as fun would make someone else’s stage fluctuate. 149So is that fun?
207Kiskō chaltē-phirtē hansī mē̃ kah dētē hō - yē tō pāgal hai , yē tō bēsamajh hai , aisē kaī śhabda bāpdādā abhī bhūl gayē haĩ lēkin suntē haĩ .
150Or is it causing someone sorrow? 151So, today, BapDada saw that everyone is an ancestor, and, secondly, you are the greatest of all worthy-to-be-worshipped souls.
208Tō brāhmaṇō̃ K|kē mukh sē aisē śhabda nikalnā yē mānō̃ āp satvachan mahārāj vālē , kisī kō śhrāp dētē hō .
152No one else is worshipped in the same way as you are worshipped throughout the cycle.
209Kiskō śhrāpit nahī̃ karō , sukh dō .
153So, you are the ancestors, and also worthy of worship.
210Yuktiyukt bōl bōlō aur kām kā bōlō , vyarth nahī̃ bōlō .
154However, you are worthy of worship number-wise.
211Tō jab bōlnā śhurū kartē hō tō ēk ghaṇṭē mē̃ check karō ki kitnē bōl vyarth huē aur kitnē sat vachan huē ? 212Āpkō apnē bōl key|kī value kā patā nahī̃ , tō bōl key|kī value samjhō .
155Those who become Brahmins are definitely worshipped, but some are worshipped accurately according to the system, whereas others are worshipped superficially.
213Apśhabd nahī̃ bōlō , śhubh śhabda bōlō .
156So, what is it when some Brahmins sit here in yoga?
214Kyōṅki abhī last mās hai aur ādi kā mās diamond jubilee hai , tō sārā sāl diamond banē̃gē yā 6 mās banē̃gē ? 215Sārā sāl banē̃gē nā !
157It is just superficial: they’ll be sleeping sometimes, they’ll be having yoga sometimes, having a few waste thoughts, and a few good thoughts.
216Isliē bāpdādā diamond jubilee K|kē pahlē bachchō̃ kō viśhēṣh attention dilā rahē haĩ .
158That is just for the sake of it, is it not? 159Once the white light is switched on, your job is finished.
217Bāpdādā chārō̃ ōr K|kē dr̥iśhya tō dēkhtē hī rahtē haĩ .
160There are also many who are superficial in their dharna too.
218Sārā din nahī̃ dēkhtē rahtē haĩ , second mē̃ sab dēkh saktē haĩ . 219Tō pāṭh pakkā kiyā - mukt bannā hai ?
161When any such circumstance arises, they would say: “Let it continue in this way for now, and we’ll see about it later”.
220Yā thōṛā-thōṛā yukta aur thōṛā - thōṛā mukt ? 221Har ēk apnē kō dēkhō .
162Such souls would just be worshipped for the sake of it.
222Yē nahī̃ śhurū karnā ki bābā nē vāṇī chalāī phir bhī bōl rahā hai , dūsrē kō nahī̃ dēkhnā .
163Just see, they create hundreds of thousands of saligrams, but what happens?
223Apnē kō dēkhō-mainnē bāp key|kī śhrīmat kō kitnā apnāyā hai ?
164Is that accurate worship according to the system? 165That is also for the sake of it.
224Abhī tō ēk-dō kō dēkhtē haĩ-yē kar rahā hai … lēkin jab adhikār milnē mē̃ vō nīchē pad mē̃ jāyēgā tō us samay āp sāth dēgē ?
166They bathe them (the saligrams) with a hosepipe, and the pundits apply tilaks with a little bowl of tilak paste (they just sprinkle it) , and the tilak is applied.
225Us samay dēkhē̃gē ?
167So what is that?
226Us samay nahī̃ dēkhē̃gē .
168That is also superficial.
227Phir abhī kyō̃ dēkhtē hō . 228Acchā-sabhī mukt banē̃gē nā ?
169All of you become worthy of worship, but how you are worshipped is number-wise.
229Jō samajhtē haĩ ki mukt hōnā muśhkil hai vō hāth uṭhāō . 230Aglē bār jab chiṭkī likhnē kē liē kahā thā tō bāpdādā kē pās result I|āī|eye , abhī tō vō chalē gayē lēkin bāpdādā un bachchō̃ kō mubārak K|kē sāth-sāth himmat aur dētē haĩ ki jaisē sōchā hai , kōī nē likhā hai 6 mās chāhiyē , kisī nē likhā hai 2 mās chāhiyē , jitnā bhī likhā hai tō bāp key|kī mat sē avaśhya pūrā hōgā . 231Bākī achchhā hai , sach tō bōlā nā .
170For some, their every deed is worshipped.
232Achchhā , abhī ēk mās mē̃ bhī tō ādhā mās chalā gayā .
171Even when brushing their teeth it is as though a vision is being given.
233Bākī haĩ thōṛē sē din . 234Tō mukt bannā zarur . 235Kam sē kam pahalē-dūsarē number K|kē royal family mē̃ tō ā jāō .
172When you go to Mathura, they even give you a view of the idols having their teeth brushed, that it is now the time to brush their teeth.
236Achchhā . 237Is kalp mē̃ jō abhī pahlī bār āyē haĩ vō hāth uṭhāō .
173So, do not become one who just does everything superficially, otherwise you will be worshipped accordingly.
238Jō bhī āyē haĩ vō himmat rakhtē hō ki ham tīvr purūṣārthā ban diamond jubilee apnē jīvan aur sēvā sē manāyē̃ , aisī himmat apnē mē̃ samajhtē hō ?
174What do the teachers think? 175You sit at the front, and so you also wish to claim a number ahead, don’t you? 176Do not claim any less. 177Have the intoxication that you are the ancestors, and the worthy-of-worship souls.
239Jō samajhtē haĩ ki ham bāp kō karkē hī dikhāyēṅgē , vō hāth uṭhāō .
178The greater you are, the greater responsibility you have.
240Jō pahlī bār nayē āyē haĩ lēkin samajhtē haĩ ki diamond jubilee K|kē ant tak kar lē̃gē vō hāth uṭhāō .
179To become big is not just something to be happy about, but, since you have a big name, you must perform a big task too.
241Śharm nahī̃ karō .
180Are all the teachers happy?
242Hāth uṭhānē mē̃ thōṛā saṅkōch hō rahā hai .
181Or do you still have some desire in your mind?
243Lēkin bāpdādā unhō̃ kō bhī kahtē haĩ ki himmat sē kyā nahī̃ hō saktā !
182If there is any desire (itcha) , it will not allow you to become good (Achcha) .
244Himmat rakhō . 245Himmat lēnē K|kē pātr banō tō thōṛē samay mē̃ bhī āgē jā saktē haĩ .
183Either fulfil your desire, or become good: it is in your hands! 184It has been seen that desires are like walking in the sun.
246Isliē dilśhikasta nahī̃ banō ki patā nahī̃ hō sakēgā yā nahī̃ hō sakēgā . 247Achchhā , abhī kaun sē zone āyē haĩ ?
185When you walk in the sun, you see your shadow going ahead of you, but if you try to catch hold of it, will you be able to do that?
248 ( bāpdādā sabhī zone sē hāth uṭhvā kar mil rahē haĩ )
186Then, when you turn back, where does the shadow go? 187It follows you.
249Bāpdādā kō khuśhī hai bhalē āyē . 250Double vidēśhī jō is bār āyē haĩ vō hāth uṭhāō . 251Achchhā . 252Yuvāō̃ sē
188So, desires are something that attract you to themselves and make you cry, whereas, when you let go of desires, they come following you.
253Sab taraph vālē yuvā hāth uṭhāō .
189Those who beg can never become complete.
254Diamond jubilee mē̃ yuvā kyā karē̃gē ? 255Yuvā mē̃ double śhakti hai .
190You may not ask for anything else, but you beg a lot in a royal way.
256Śhārīrik śhakti bhī hai tō ātmik śhakti bhī hai .
191You do know what the royal form of begging is, do you not?
257Tō double śhakti sē diamond jubilee mē̃ kyā viśhēṣhtā dikhāyēṅgē ? 258Rally nikālnā , function karnā yē tō kartē hī rahtē hō . 259Kitnē bārī kiyā hai , bahut bār kiyā hai . 260Abhī kyā karē̃gē ?
192That you should earn a temporary name for yourself; that you should be given some regard; that your name should be listed with the special souls; that you should be counted among the senior brothers or sisters; that you should be given a chance.
261Har ēk yuvā jō ājkal K|kē agyānī yuvā ēsōsiēśansa haĩ yā group haĩ , jō aur bhī dēśh mē̃ nuksān kartē haĩ , government kō bhī taṅg kartē haĩ , aisē kōī ēsōsiēśan taiyār karnā , unmē̃ sē jō aisē nuksān karnē vālē haĩ unhō̃ kō parivartan karkē dikhāō . 262Practical mē̃ har ēk yuvā apnē-apnē sēvāsthān par aisā parivartan kiyā huā group taiyār karō . 263Jō bhī zone āyē haĩ harēk zone mē̃ kahā̃ 100 haĩ , kahā̃ 50 sēvākēndra haĩ , gītā pāṭhśhālāyē̃ tō bahut haĩ lēkin har ēk zone apnē area mē̃ jahā̃-jahā̃ sēvākēndra haĩ , vahā̃ sē aisē parivartan kiyā huā sēmpul taiyār karō . 264Āp lōgō̃ kō mālūm hai , jab ḍākuō̃ kā huā thā tō ēk ḍākū parivārtit huā , ēk ēgzāmpal nikalā aur dēkhā gayā ki ēk ḍākū kahā̃ bhī apnā anubhav sunātā thā tō sabhī kō bahut rūchi hōtī thī .
193However, for as long as you are a beggar, you cannot become full of the treasures of happiness.
265Tō āp lōg phir aisē ēsōsiēśansa jahā̃ saṅgaṭhan hōtā hai , vahā̃ sē jitnē taiyār kar sakō utnē nikālō .
194To chase after your wants or limited desires is like chasing after a mirage.
266Ēgzāmpal taiyār karō .
195Constantly keep yourself safe from this.
267Phir sabhī zone K|kē jō nikalē̃gē unkā viśhēṣh sabhī kā mil karkē function rakhē̃gē aur usmē̃ government K|kē department kō dikhāyēṅgē ki yē yuvā kyā kartē haĩ aur vō yuvā kyā kartē haĩ .
196It is not a bad thing to remain a junior. 197The young ones are equal to God, because they have claimed a number ahead in BapDada’s heart. 198Do temporary desires make you laugh or cry?
268Tō yuvā taiyār haĩ ? 269Number lēnā hai ?
199They make you cry don’t they?
270Hā̃ yā nā ? 271Kitnā time chāhiyē ?
200It is Ravan’s order for you to be made to cry.
272Diamond jubilee K|kē 6 mās chāhiē , 4 mās chāhiē , kitnā time chāhiē ?
201But you belong to the Father, and so would the Father make you laugh or cry?
273Mahārāṣhṭra K|kē yuvā kyā karē̃gē ? 274Javāb dō .
202Don’t use wasteful words, and don’t speak loudly.
275Muśhkil lagtā hai kyā ?
203Don’t say “my voice is like that”.
276Tō jō hā̃ kahtē haĩ , karē̃gē , vō hāth uṭhāō . 277Achchhā .
204How can you conquer Maya if you can’t even conquer your own voice?
278U|you . pī|P . vālē karē̃gē ? 279Hā̃ bōlō yā nā bōlō .
205Don’t speak wasteful words, or words which disturb others.
280Kitnē time mē̃ karē̃gē ? 281Diamond jubilee K|kē 6 mās chāhiē ? 2826 mās kē bād aisē nahī̃ kahnā , tō kōī māntā nahī̃ , dubārā marks dē dō .
206And don’t speak too many words - if you can do something by just speaking four words, then don’t speak twelve or fifteen.
283Chāhē kōī jyādā ēgzāmpal taiyār karē , chāhē cum|kam karē , lēkin nā śhabda nahī̃ ānā chāhiē .
207You continue to speak so many words: if BapDada were to record a cassette and play it to you, even you would laugh at it.
284Tō ismē̃ pahlā number kaun lēgā ?
208Be economical in this: have value for your words.
285Teachers samajhtī haĩ hō jāyēgā ?
209You have a slogan: “speak less and speak softly”.
286Hōnā hī hai . 287Government kō practical misāl chāhiē .
210To speak loudly is disservice: those who pass by think you are quarrelling.
288Āp lōg kahtē hō nā ki ham social work bahut kartē haĩ . 289Tō vō misāl chāhtī hai . 290Tō aisā group taiyār karnā aur teachers kā kām hai karānā .
211Sometimes you say things like “this one is mad - this one is senseless”: for Brahmins to speak such words is like forecasting the truth. 212In fact, you are cursing them.
291Achchhā . 292Kumāriyō̃ sē
213Do not curse anyone: give happiness.
293Sabsē jyādā kumāriyā̃ kahā̃ sē āī haĩ ?
214Speak accurate words, useful words, not wasteful words.
294Kumāriyā̃ tō halkī haĩ nā , uṭhkar khaṛī hō jāō .
215You do not realise the value of your own words.
295Achchhā , jahā̃ sē bhī āyī hō lēkin kumāriyō̃ kē liē gāyā huā hai ki kumārī vō jō apnē dō parivār kā kalyāṇ karē .
216Do not speak bad words: speak auspicious words. 217So today's lesson from Baba is: liberate yourself from wasteful words and words that disturb others.
296Tō āpkō tō ēk hī parivār hai . 297Dūsrā tō hai nahī̃ .
218Then you will receive a lot of help in becoming an avyakt angel.
298Tō kumāriyā̃ apnē group mē̃ sē , jaisē yuvā kō kahā vaisē females key|kī bhī aisī ēsōsiēśansa haĩ , aur jahā̃-tahā̃ haĩ , tō jahā̃ bhī rahtē hō vahā̃ bigaṛī huī ātmāō̃ kō parivartan karkē dikhāō . 299Āp bhī group banāō . 300Tō diamond jubilee mē̃ government kō dikhāyē̃ ki dēkhō mātāyē̃ bhī badal saktī aur yuvā bhī badal saktē haĩ .
219Don’t look at others: look at your own self. 220To the ancestor souls in all four directions who constantly have the intoxication and faith of being the ancestor souls.. to the karma yogi souls who perform every deed according to the Father’s shrimat.. to the children who follow the Father with determination, and place their feet in the footsteps of the Father at every step.. lots and lots of love, remembrance and namaste from BapDada.
301Mātāō̃ sē 302Pravr̥itti vālī mātāyē̃ kyā karē̃gī ?
221Double namaste to the double foreigners.
303Bahut aisī duḥkhī ātmāyē̃ haĩ jō kharāb saṅg K|kē kāraṇ phans gaī haĩ .
222(to Dadiji)There will be complications, yet there will be something god in the complications.
304Aisī ēsōsiēśansa mē̃ niyam pramāṇ jānā , aisē nahī̃ chalē jānā jō insult karē aur lauṭkar āō , kāydē pramāṇ jānā aur teachers dēkhē̃ tō iskā bōl , chāl , chalan prabhāvśhālī hai , aisā group mātāō̃ kā , chāhē kumāriyō̃ kā , chāhē youth kā hō .
223The world is like an ocean, and the steamer of Brahmins is moving through that world: it is going beyond. 224So, now and again there will be high waves, and opposing waves. 225Even when they do come, you will still reach your destination.
305Abhī yē mālā taiyār karō , tō āp mālā mē̃ ā jāyēṅgē .
226It is fixed. 227In-between, the waves will show their own games.
306Bigaṛē huē kō sudhārō . 307Mātāyē̃ kar saktī haĩ ?
228You are observing the games, sitting as a detached observer.
308Binā chhuṭṭī K|kē kōī nahī̃ karnā .
229You remain safe, and enjoy yourself.
309Teachers key|kī chhuṭṭī sē niyam pramāṇ 2-3 kā group banākar jānā . 310Aisē nahī̃ ki sabhī chal paṛō .
230However, if you get involved in the situations and consider them to be real, then you will become trapped in the whole group.
311Aisē nahī̃ karnā . 312Niyam pramāṇ chalnā . 313Samjhā .
231Then it will be difficult to extricate yourself from them.
314Tō mātāyē̃ aur pravr̥itti vālē pāṇḍav kyā karē̃gē ? 315Pravr̥itti vālō̃ sē 316Pravr̥itti vālē pāṇḍav kyā karē̃gē ?
232You judge rightly, and so change the curtain: the wrong has to be finished for all time, and the right has to move forward.
317Pāṇḍav , jō bhī jis department mē̃ kām kartē hō , harēk kā apnā-apnā kṣhētra hai , tō jahā̃ bhī laukik kām kartē hō tō laukik kārya kartē huē bhī alaukik chāl-chalan sē apnā prabhāv ḍāl saktē haĩ .
233However, if you change the curtain, the same curtain should not come up again. 234If you get involved in many situations, then it takes many months to overcome them. 235Now you have to become even more powerful indiscriminating and resolving problems.
318Tō pāṇḍavō̃ kō kōī na kōī apnē jaisē dō-tīn kō taiyār karnā hai kyōṅki diamond jubilee mē̃ number baṛhānā hai .
236Since service is increasing, the situations will also increase. 237Many wonder why new things are happening, but time moves forwards, and your stage of effort keeps in changing.
319Isliē pāṇḍavō̃ kō is kārya mē̃ sahyōg dēnā hai . 320Samjhā .
238So, continue to observe the games as a detached observer.
321Achchhā , sabhī kō pāṭh yād hai ? 322Kaun sā pāṭh ?
239Apply a full stop, and move forward systematically.
323Vyarth bōl mukt … yād hai ?
240Just continue to do this.
324Bhūl tō nahī̃ gayā ? 325Achchhā .
241You are carefree anyway.
326Chārō̃ ōr K|kē pūrvaj ātmāō̃ kō , sadā is niśhchay aur naśhē mē̃ rahnē vālī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , sadā bāp K|kē śhrīmat pramāṇ her|har karma karnē vālē karmayōgī ātmāō̃ kō , sadā dr̥iṛh saṅkalp sē bāp K|kē her|har kadam par kadam rakhnē vālē follow father bachchō̃ kō bahut-bahut yād-pyār aur namastē . 327Double vidēśhiyō̃ kō double namastē .
242* * * O MS H A N T I * * *