रविवार 31 दिसंबर 1995 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0>
131-12-95 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban 2 diamond varṣh mē̃ phariśhtā bankar bāpdādā key|kī chhatrachhāyā aur pyār key|kī anubhūti karō 3Āj viśhva kō sachchē diamond samān chamkānē vālē , prakr̥iti kō bhī diamond samān chamkānē vālē , viśhva key|kī ātmāō̃ mē̃ sē apnē direct bachchō̃ kō diamond banānē vālē , sāth-sāth nayē varṣh kē sāth nav-yug , nayē-viśva sthāpan karnē vālē bāp diamond bannē vālē bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ . 4Sākār svarūp mē̃ bhī bāpdādā K|kē sāmnē kitnē diamond chamak rahē haĩ aur viśhva K|kē kōnē-kōnē mē̃ chārō̃ ōr chamaktē huē diamond dēkh rahē haĩ .
0> > 31-12-1995 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
5Ātmā sabhī K|kē mastak mē̃ chamaktī huī diamond kitnī achchhī lagtī hai ! 6Sāmnē sē chamaktī huī ātmā diamond aur itnē saṅgaṭhit rūp mē̃ chārō̃ ōr diamond hī diamond dēkhnē mē̃ dr̥iśhya kitnā pyārā lagtā hai ! 7Tō yē saṅgaṭhan kiskā hai ? 8Diamonds kā hai nā ?
1Today, the One who makes the world sparkle like a real diamond - the One who makes matter sparkle like a diamond; the One who, out of the souls of the entire world, makes His direct children become like diamonds; the One who is also the Father, and who establishes the new world - together with seeing the New Year and the New Age, is also seeing his children, who are about to become diamonds.
9Chāhē number-vār haĩ phir bhī chamak rahē haĩ . 10Chamaktē huē diamond key|kī sabhā bāp K|kē sāmnē hai .
2So many diamonds are sparkling in front of BapDada, in the corporeal form, and in all directions, in every corner of the world.
11Āp bhī kyā dēkh rahē hō ? 12Diamond dēkh rahē hō nā ki śharīr dēkh rahē hō ?
3The soul, the diamond sparkling in the centre of each one’s forehead, looks so beautiful!
1363 janm śharīr kō hī dēkhā lēkin abhī śharīr mē̃ chamaktā huā diamond dikhāī dētā hai ? 14Ki chhipā huā hai isliē kabhī dikhāī dētā hai , kabhī chhip jātā hai ?
4It is such a lovely scene of souls, the diamonds sparkling in front of Baba, and the beautiful scene of all the diamonds in all directions, sparkling all together.
15Diamond jubilee hai , tō jubilee mē̃ kyā hōtā hai ?
5So, what is this gathering of? 6It is a gathering of diamonds, is it not?
16Kyā sajātē haĩ ? 17Ājkal variety lights key|kī sajāvaṭ jyādā hōtī hai .
7Even though you may be number-wise, you are still sparkling.
18Āp lōg bhī vr̥ikṣha mē̃ yahā̃-vahā̃ light lagātē hō nā ?
8The gathering of the sparkling diamonds is in front of the Father.
19Vō tō ēk din kē liē jubilee manāyēṅgē yā Christmas manāyēṅgē yā kōī bhī utsav manāyēṅgē lēkin āp kyā manā rahē hō ? 20Diamond divas kahtē hō yā diamond varṣh kahtē hō ? 21 ( diamond varṣh ) diamond varṣh manā rahē hō - pakkā ? 22Agar yahī sabhī kā dr̥iṛh saṅkalp hai ki diamond varṣh manā rahē haĩ , tō āpkē mukh mē̃ gulāb-jāmun hō .
9What are all of you seeing?
23Tō manānā arthāt bannā . 24Tō sārā varṣh diamond banē̃gē ki thōṛā-thōṛā dāg lagēgā ?
10Are you seeing the diamonds, or are you seeing the bodies?
25Bāpdādā tō bachchō̃ kā umaṅg-utsāh dēkh padmaguṇā double mubārak dētē haĩ .
11For 63 births you have been seeing the bodies, but can you now see the sparkling diamond within the body?
26Āj double hai nā , ēk nayā varṣh aur dūsrā diamond jubilee - dōnō̃ kā saṅgaṭhan hai . 27Tō diamond varṣh mē̃ bāpdādā yahī viśhēṣhtā dēkhnā chāhtē haĩ ki her|har bachchē kō jab dēkhō , jisē dēkhō tō chamaktā huā diamond hī dikhāī dē . 28Miṭṭī K|kē andar vālā diamond nahī̃ , chamaktā huā diamond . 29Tō sārē varṣh kē liē aisē diamond ban gayē ?
12Or, is it hidden?
30Kyōṅki saṅkalp tō āj karnā hai nā ki diamond banē̃gē bhī aur dēkhē̃gē bhī .
13Can sometimes see it, and sometimes it is hidden?
31Chāhē vō dūsrī ātmā kālā kōylā bhī hō , ēkdam tamōguṇī ātmā hō lēkin āp kyā dēkhē̃gē ?
14This is the Diamond Jubilee:so what happens in a jubilee? 15What do you decorate in a jubilee?
32Kōylā dēkhē̃gē yā diamond ? 33Diamond dēkhē̃gē , achchhā .
16Nowadays, there is mostly the decoration of colourful lights.
34Tō āpkī dr̥iṣhṭi paṛnē sē uskā bhī kālāpan kam hōtā jāyēgā .
17All of you also decorate the trees with lights everywhere, don’t you?
35Diamond jubilee mē̃ yahī sēvā karnī hai nā ? 36Amr̥itvēlē sē lēkar rāt tak jitnō̃ K|kē bhī sambandh-sampark mē̃ āō tō diamond ban diamond dēkhnā hai .
18Those people celebrate a jubilee for one day, or celebrate Christmas, or some other festival, but what are you celebrating?
37Yē pakkā kiyā hai yā diamond jubilee manānā hai tō her|har sthān par sirph dō tīn function kiyā aur diamond jubilee hō gaī ? 38Function karō , nimantraṇ dō , jagāō , yē tō karnā hī hai aur kar bhī rahē haĩ lēkin sirph function nahī̃ karnē haĩ , is diamond jubilee mē̃ diamond ban diamond dēkhnā , diamond banānā , yē rōj kā function hai . 39Tō rōj function karē̃gē yā dō-chār din , saptāh karē̃gē ? 40Is varṣh mē̃ bāpdādā key|kī viśhēṣh yahī sabhī bachchō̃ kē prati śhubh āśhā kahō vā śhrēṣhṭh śhrīmat kahō ki diamond K|kē binā aur kuchh nahī̃ bannā hai .
19Do you call it a Diamond Day or a Diamond Year? (“Diamond Year”) Are you sure you are celebrating the Diamond Year?
41Kuchh bhī hō jāyē diamond mē̃ dāg nahī̃ lagānā . 42Agar kisī bhī vighna vaśh hō gayē yā svabhāv K|kē vaśh hō gayē tō dāg lag gayā .
20If it is everyone’s aim to be celebrating the Diamond Year, then, may there be a gulab jamun (sweet ball in syrup) in your mouth.
43Vighna tō ānē chāhiē nā ?
21To celebrate means to become.
44Vighna vināśhak title hai tō vighna āyēṅgē tab tō vināśh hōṅgē ? 45Agar kōī vijayī kahē ki duśhman nahī̃ āvē lēkin maĩ vijayī hū̃ tō kōī mānēgā ? 46Nahī̃ . 47Tō vighna tō āyēṅgē , chāhē prakr̥iti K|kē , chāhē ātmāō̃ K|kē , chāhē anēk prakār key|kī paristhitiyō̃ K|kē vighna āyē lēkin āp diamond aisē powerful hō jō dāg kā prabhāv nahī̃ paṛē .
22So will you become a diamond throughout the year?
48Yē hō saktā hai ? 49Yah diamond jubilee varṣh mahān varṣh hai .
23Or will there sometimes be a little flaw in the diamond?
50Jaisē kōī viśhēṣh mās manātē haĩ nā tō yē diamond jubilee varṣh mahān varṣh hai .
24Seeing the children’s zeal, BapDada is giving double multi-million-fold congratulations.
51Bāpdādā is vaṣar mē̃ sabhī kō chaltā-phirtā phariśhtā dēkhnā chāhtē haĩ .
25Today it is a double celebration:one is the New Year, and the other is the Diamond Jubilee.
52Kaī kahtē haĩ ki ātmā kō dēkhnē key|kī sirph sēvākēndra kalyāṇī nahī̃ , viśhva kalyāṇī banō . 5384 kōśhiśh tō kartē haĩ lēkin ātmā bahut chhōṭī bindī hai nā tō śharīr dikhāī dē dētā hai . 54Tō bāpdādā kahtē haĩ chalō bindī khisak jātī hai lēkin phariśhtā rūp tō lambā-chauṛā śharīr hai , vō tō bindī nahī̃ hai nā , phariśhtā mānā light kā ākār . 55Tō phariśhtē svarūp mē̃ sthit hōkar her|har karma karō .
26It is the gathering of both of these.
56Aisā nahī̃ hai ki phariśhtā rūp mē̃ karma nahī̃ kar saktē hō . 57Kar saktē hō ki sākār chāhiyē ? 58Kyōṅki sākār śharīr sē bahut janmō̃ kā pyār hai .
27So, in the Diamond Year, BapDada wishes to see this speciality, that whomever anyone sees is visible as a sparkling diamond: not a diamond in the mud, but a sparkling diamond.
59Tō bhūlnā chāhtē haĩ lēkin bhūl nahī̃ pātē .
28So, will you become such diamonds for the whole year?
60Tō bāp kahtē haĩ achchhā agar āpkō śharīr kō hī dēkhnē key|kī ādat paṛ gaī hai tō kōī harjā nahī̃ , abhī light kā śharīr dēkhō .
29Because, you have to have the thought today, that you will become a diamond, and will see others as diamonds. 30Even if a soul is black as coal - completely impure - what will you see?
61Śharīr hī chāhiē tō phariśhtā bhī śharīrdhārī hai .
31Will you see coal, or will you see a diamond? 32You will see diamonds.
62Aur āp sabhī kahtē bhī hō ki śhiv bābā aur brahmā bābā sē bahut pyār hai . 63Tō pyār kā arth|earth hai samān bannā . 64Tō jaisē brahmā bābā phariśhtā rūp hai aisē brahmā bāp samān phariśhtā svarūp mē̃ sthit hōkar her|har karma karō . 65Kyōṅki jab diamond jubilee manā rahē hō , sthāpanā K|kē 60 varṣh sampann huē , tō viśhēṣh sthāpanā kē nimitt śhiv bāp tō hai lēkin nimitt brahmā bābā banā .
33Achcha.
66Āp bhī apnē kō śhiv kumār aur śhiv kumārī nahī̃ kahtē hō .
34As soon as your vision falls on that soul, his darkness will reduce.
67Brahmākumār-brahmākumārī kahtē hō .
35This is the service you have to do in the Diamond Jubilee, is it not?
68Tō brahmā bāp K|kē sthāpanā K|kē kārya key|kī jubilee manā rahē hō . 69Tō jiskī jubilee manāī jātī hai uskō kyā diyā jātā hai ?
36However many you come into contact and relationship with - from amrit vela until night time - you have to become a diamond, and see others as diamonds.
70 ( gift ) tō āp sabhī gift dēgē ?
37Have you made this firm?
71Ki yē gulāb kā puṣhp lē ākar dēgē aur kahē̃gē ki gift hō gaī . 72Kōī hāthī lē āyēgā , kōī ghōṛā lē āyēgā , yē gift tō hai manōrañjan .
38Or, will have two or three functions at every place - because you have to celebrate the Diamond Jubilee - and then think that the Diamond Jubilee is finished?
73Yē manōrañjan bhī achchhā hai . 74Sabhī dēkhkarkē khuśh hōtē haĩ .
39Have functions, give invitations, awaken others.
75Āj ghōṛā nāch rahā hai , āj kōī manuṣhya nāch rahā hai , khilaunē dēkhkar khuśh hōtē haĩ .
40You have to do all this anyway, and you are doing it, but you must not just have functions.
76Vō bhalē lānā lēkin brahmā bāp kō dil pasand gift kaun-sī dēgē ? 77Dēkhō , kisī kō bhī gift dī jātī hai tō dēkhā jātā hai iskō kyā pasand hai ?
41In this Diamond Jubilee, every day’s function is to become a diamond, to see others as diamonds, and to make them into diamonds.
78Dēkhtē haĩ ki yah yē pasand karēgā yā nahī̃ karēgā ? 79Tō brahmā bāp kō kyā priya hai ?
42So, will you have a function every day or a function every two or four days, or every week?
80Kaun-sī gift uskō achchhī lagtī hai ? 81Bāp K|kē dil pasand gift hai chaltā-phirtā phariśhtā svarūp .
43This year, BapDada’s special hope -his elevated shrimat - for all the children is that you must not become anything except a diamond.
82Tō phariśhtā samān ban jāō . 83Phariśhtē rūp mē̃ kōī bhī vighna āpkō prabhāv nahī̃ ḍālēgā .
44No matter what happens, you must not allow there to be a flaw in the diamond.
84Āpkē saṅkalp , vr̥itti , dr̥iṣhṭi - sab double light hō jāyēṅgē . 85Tō gift dēnē kē liē taiyār hō ?
45If you are influenced by any obstacle or by anyone’s nature, that would then be a flaw.
86 ( hā̃ jī ) dēkhnā āpkā tape bhī hō rahā hai .
46There have to be obstacles. 47Should obstacles come?
87Achchhī bāt hai golden duniyā kō lānē kē liē phariśhtē banē̃gē tō jaisē hīrā chamaktā hai aisē āpkā phariśhtā rūp chamakēgā .
48Should obstacles come or not? 49You have the title of being destroyers of obstacles, and only when the obstacles come can you destroy them!
88Yē abhyās achchhī tarah sē kartē rahō . 89Amr̥itvēlē uṭhtē smr̥iti mē̃ lāō - maĩ kaun ? 90Phariśhtā hū̃ .
50If a victorious person says that an enemy should not come, but that he is victorious anyway, then would anyone believe him? 51No.
91Saṅkalp tō kartē hō aur chāhtē bhī hō , phir bhī jab apnī result dēkhtē hō vā likh karkē bhī dētē hō , tō majority kahtē hō ki jitnā chāhtē haĩ utnā nahī̃ huā . 9250 percent huā , 60 percent huā . 93Tō diamond jubilee mē̃ bhī aisē percentage mē̃ hōṅgē yā full mē̃ hōṅgē ?
52How can you be victorious without an enemy? 53So, although the obstacles will come - whether from the elements, from other souls, or from many other situations - you are such powerful diamonds that you cannot be influenced by the flaws.
94Kyā hōgā ?
54Is this possible?
95Double phōrēnarsa bōlō percentage hōgī ?
55Or will some flaw remain?
96Hā̃ yā nā ? 97Thōṛā-thōṛā chhuṭṭī dē̃ !
56So the Diamond Jubilee Year is a great year.
98Śhaktiyō̃ mē̃ percentage hōgī ? 99Hā̃ umaṅg sē nahī̃ kartē , sōch K|kē kartē haĩ .
57Just as a special month is celebrated, so, too, this Diamond Jubilee Year is a great year.
100Double vidēśhī yā bhārat vālē agar percentage K|kē binā full pass hō gayē tō brahmā bābā patā hai kyā karēgā ? 101 ( śhābās dēgē ) bas , sirph śhābās dē dēgā ! 102Aur kyā karēgā ?
58This year, BapDada wishes to see everyone as walking, moving angels. 59Many say that they try to look at the soul, but as the body is big while the soul is a tiny point, they can only see the body.
103Rōz āpkō amr̥itvēlē apnī bāhō̃ mē̃ samā lēgā . 104Āpkō mahsūstā hōgī ki brahmā bābā key|kī bāhō̃ mē̃ , atīndriya sukh mē̃ jhūl rahē haĩ . 105Baṛī-baṛī bhākī milēgī .
60Yes, the soul is a tiny point, and BapDada agrees that the point may slip away, but the angelic form is still in the shape of the physical form of the body - it is not in the form of a point.
106Brahmā bābā kā bachchō̃ kē sāth bahut pyār hai nā tō amr̥itvēlē bhākī milēgī aur sārā din kyā milēgā ? 107Jaisē chitrō̃ mē̃ dikhātē haĩ nā , ki jab tūphān āyā , pānī baṛh gayā tō sāmp chhatrachhāyā ban gayā . 108Unhōnnē tō śhrīkr̥iṣhṇa kē liē sthūl bāt dikhā dī hai lēkin vāstav mē̃ yē hai rūhānī bāt . 109Tō jō phariśhtā banēgā uskē sāmnē agar kōī bhī paristhiti I|āī|eye yā kōī bhī vighna āyā tō bāp svayã āpkī chhatrachhāyā ban jāyēṅgē .
61An angel means one with a body (form) of light.
110Karkē dēkhō . 111Kyōṅki aisē hī bāpdādā nahī̃ kahtē haĩ .
62So, perform every action while stable in the angelic form.
112Achchhā . 113Jin bachchō̃ key|kī diamond jubilee hai vō hāth uṭhāō .
63Are you able to do perform actions in the angelic form?
114Abhī diamond jubilee vālō̃ sē bāpdādā bāt kartē haĩ , āp lōgō̃ nē 14 varṣh mē̃ yōg tapasyā key|kī tō vighna kitnē āyē lēkin āpkō kuchh huā ? 115Tō bāpdādā chhatrachhāyā banā nā , kitnī baṛī-baṛī bātē̃ huī . 116Sārī duniyā , mukhī , nētāyē̃ , gurū lōg sab anti hō gayē , ēk brahmākumāriyā̃ aṭal rahī , practical mē̃ beggary life bhī dēkhī , tapasyā K|kē samay bhinn-bhinn vighna bhī dēkhē . 117Bandūk bhī I|āī|eye tō talvārē̃ bhī I|āī|eye , sab āyā lēkin chhatrachhāyā rahī nā .
64Yes: you do not need to have a corporeal form.
118Kōī nuksān huā ? 119Jab pākistān huā tō lōg haṅgāmē̃ mē̃ ḍarkar sab chhōṛkar bhāg gayē .
65You have had love for the physical body for many births.
120Aur āpkā tennis court sāmān sē bhar gayā . 121Kyōṅki jō achchhī chīz lagtī thī , vō chhōṛē̃ kaisē , ussē pyār hōtā hai nā , tō jō sindhī lōg us samay anti thē vō gālī bhī dētē thē aur sāmān bhī diyā . 122Jō baṛhiyā-baṛhiyā chījē̃ thī̃ vō hāth jōṛkar dēkar gayē ki āp hī use karō . 123Tō duniyā vālō̃ kē liē haṅgāmā thā aur brahmākumāriyō̃ kē liē pāñch rūpayē mē̃ sabjiyō̃ key|kī sārī bailgāṛī thī .
66So, even though you wish to forget it, you are unable to do so.
124Pāñch rūpayē mē̃ sabjiyā̃ . 125Āp kitnē majē sē sabjiyā̃ khātē thē . 126Tō duniyā vālē ḍartē thē aur āp lōg nāchtē thē .
67So the Father says: Okay, since you have the habit of seeing the body, it doesn’t matter; now simply look at the body of light.
127Tō practical mē̃ dēkhā ki brahmā bāp , dādā - dōnō̃ hī chhatrachhāyā ban kitnā safety sē sthāpanā kā kārya kiyā . 128Tō jab inhō̃ kō anubhav hai tō kyā āp anubhav nahī̃ kar saktē ? 129Pahlē āp . 130Jō chāhē , jitnā chāhē is diamond varṣh mē̃ chhatrachhāyā kā aur brahmā bāp K|kē pyār kā practical anubhav kar saktē hō .
68Since you need a body, an angel is also a bodily form.
131Yē is varṣh kō vardān arthāt sahaj prāpti hai .
69All of you say that you have a lot of love for Shiv Baba and Brahma Baba.
132Jyādā purūṣhārth nahī̃ karnā paṛēgā . 133Purūṣhārth sē thak jātē hō nā .
70So, the meaning of love is to become the same (equal).
134Jab kōī purūṣhārth karkē thak jātā hai tō us samay bāpdādā uskā chēhrā dēkhtē haĩ , rahm bhī bahut ātā hai . 135Tō abhī kyā karē̃gē ? 136Kyā banē̃gē ? 137Phariśhtā .
71So, just as Brahma Baba is in the angelic form, in the same way, stabilize yourself in the angelic form - the same as Father Brahma - when you perform actions.
138Phariśhtā rūp mē̃ calanāphiranā yahī diamond bannā hai . 139Kyōṅki jō bahut kīmatī , mūlyavān , bēdāg diamond hōtā hai uskī niśhānī kyā hōtī hai ? 140Usē light kē āgē rakhō tō chamakēgā aur jab chamaktā hai tō ussē kiraṇē̃ nikaltī haĩ , usmē̃ bhinn-bhinn raṅg dikhāī dētē haĩ .
72Since you are celebrating the Diamond Jubilee - 60 years of establishment have been completed - and although Father Shiva is of course instrumental for establishment, Brahma Baba became the instrument. 73You don’t call yourselves Shiva Kumars or Shiva Kumaris..
141Tō jab āp real diamond banē̃gē , phariśhtā ban jāyēṅgē tō āpkē phariśhtē svarūp sē yē aṣhṭ śhaktiyā̃ dikhāī dē̃gī . 142Jaisē vō raṅg kiraṇō̃ K|kē rūp mē̃ dikhāī dētē haĩ , aisē āp diamond arthāt phariśhtā rūp banō tō chaltē-phirtē āp dvārā aṣhṭ śhaktiyō̃ K|kē kiraṇō̃ key|kī anubhūti hōgī . 143Kōī kō āpsē sahanśhakti key|kī feeling āyēgī , kōī kō āpsē nirṇay karnē K|kē śhakti key|kī feeling āyēgī , kōī sē kyā , kōī sē kyā śhaktiyō̃ key|kī feeling āyēgī . 144Āp jitnā jyādā abhyās karē̃gē , mānō abhī kal sē nayā varṣh bhī śhurū hōgā aur diamond jubilee bhī śhurū hōgī tō kal sē arthāt pahlā mās jō January hai us ēk mās mē̃ āp phariśhtā rūp mē̃ abhyās karē̃gē aur dūsrā mās āyēgā usmē̃ āpkā abhyās aur baṛhēgā , tīsrē mās mē̃ aur baṛhēgā aur jitnā-jitnā baṛhtā jāyēgā nā utnā-utnā āp dvārā aurō̃ kō mahsūstā hōgī .
74You call yourselves Brahma Kumars and Brahma Kumaris.
145Samjhā ? 146Tō yē hai brahmā bāp key|kī gift . 147Sabhī dēgē yā kōī-kōī dēgā ?
75So, you are celebrating the jubilee of the task of establishment by Brahma Baba.
148Achchhā , madhuban vālē bhī gift dēgē nā ! 149Madhuban vālē tō hā̃ jī mē̃ hōśhiyār haĩ .
76So, what would you give to the person whose jubilee you are celebrating? (“A gift”) So, will all of you bring gifts?
150 ( gyān sarōvar mē̃ bhī murlī sun rahē haĩ ) gyān sarōvar vālē phariśhtē ban jāyēṅgē aur yē jō translate kar rahē haĩ , mike vālē , light vālē , sabhī kō double light , phariśhtā bannā hai . 151Muśhkil tō nahī̃ lagtā hai ? 15263 janm is śharīr sē pyār hai , tō muśhkil nahī̃ hōgā ? 153Jō dr̥iṛh niśhchay rakhtē haĩ tō niśhchay kī vijay kabhī ṭal nahī̃ saktī .
77Or will you bring a rose, and say that this gift is sufficient?
154Chāhē pāñch hī tatva yā ātmāyē̃ kitnā bhī sāmnā karē̃ lēkin vō sāmnā karē̃gē aur āp samānē key|kī śhakti sē us sāmnā kō samā lē̃gē .
78Someone may bring an elephant, someone may bring a horse, but these gifts are just for entertainment. 79This entertainment is very good, and everyone is happy to see them.
155Kyōṅki aṭal niśhchay hai . 156Yē 60 varṣh jō sthāpanā K|kē chalē ismē̃ bhī ādi sē kamāl brahmā bāp aur ananya bachchō̃ kā rahā . 157Kabhī niśhchay mē̃ halchal nahī̃ huī .
80Here a horse is dancing, there a doll is dancing: everyone is happy to see the toys. 81You may bring them, but what gift would you give to Father Brahma, that he would like?
158Vijay huī paṛī hai , yahī bōl sadā brahmā bāp K|kē rahē . 159Tō āj viśhēṣh brahmā bāp nē sabhī bachchō̃ kō viśhēṣh mubārak aur bahutabahut pyār diyā .
82Whenever you give a gift to someone, you first see what that person would like: you first find out if that person would like it or not.
160Jitnē bhī hō , chāhē chār lākh hō , chāhē 14 lākh hō , lēkin brahmā bāp key|kī bhujāyē̃ itnī baṛī haĩ jō 14 lākh bhī ēk sāth bhujāō̃ mē̃ samā saktē haĩ . 161Isīliyē paramātmā kā bhakti mārg mē̃ virāṭ rūp dikhātē haĩ , jismē̃ sab samāyē huē haĩ . 162Tō sabhī brahmā bāp key|kī bhujāō̃ mē̃ samāyē huē hō . 163Kuchh bhī hō , jaisē chhōṭā bachchā kyā kartā hai , agar kōī uskō kuchh bhī kahtā hai yā kuchh bhī hōtā hai tō vah mā̃ yā bāp key|kī bāhō̃ mē̃ samā jāyēgā .
83So, what does Brahma Baba love?
164Aisē hōtā hai nā !
84What gift does he like?
165Tō āp bhī aisē karō . 166Bachchē hō nā ki abhī baṛē hō gayē hō ?
85The gift that the father would like is the walking, moving angelic form.
167100 sāl kā bhī bāp kē āgē tō chhōṭā bachchā hī hai .
86So become like an angel. 87In your angelic form, no type of obstacle will influence you.
168Tō āpkō bhī kuchh bhī hō nā , bas brahmā bāp key|kī bāhō̃ mē̃ samā jāō , bas .
88Your thoughts, attitude and vision will all become double light.
169Yē tō sahaj hai nā ? 170Achchhā , yē tō hai diamond jubilee key|kī bātē̃ . 171Abhī sāth mē̃ āj nayā varṣh bhī manāyēṅgē nā ?
89So, are you ready to give this gift? (“Ha ji.”) Just be careful, because all of this is being recorded.
172Tō 12 bajē yē sāl pūrā hōgā . 173Abhī hai thōṛā time .
90It is good that you will become angels to bring about the golden world.
174Abhī purānē sāl mē̃ baiṭhē haĩ lēkin nayā sāl manā rahē haĩ . 175Iskē liyē āyē haĩ nā ?
91So, just as the diamonds are sparkling, in the same way, your angelic form will also sparkle.
176Double vidēśhī jyādā kyō̃ āyē hō ?
92Continue to practise this very well.
177Vaisē tō india kā turn hai , double vidēśhī kyō̃ āyē hō ?
93As soon as you wake up at amrit vela, bring into your awareness: “Who am I? 94I am an angel”.
178New year manānē K|kē liyē , Christmas manānē kē liē .
95You have the thought that you are an angel, and you wish to become that.
179Bāpdādā kō achchhā lagtā hai double vidēśhiyō̃ sē chit-chat karnē mē̃ . 180Tō nayā varṣh bhī manānā hai tō purānē varṣh kō kyā karē̃gē ? 181Vidāī dēgē . 182Bas sirph mukh sē kah diyā vidāī dēgē .
96However, when you see your own result, or when you write to Baba, the majority of you say that you weren’t able to do it to the extent that you wished to do it.
183Yā chitra banāyēṅgē vō jā rahā hai , vō ā rahā hai ?
97You were able to achieve it by 50% or 60%.
184Purānē varṣh kō vidāī kaisē dēgē ? 185Sirph gīt gāyēṅgē , nāchē̃gē , kūdē̃gē !
98So, will you have such a percentage in the Diamond Jubilee Year too, or will you achieve it fully?
186Kām kyā karē̃gē ?
99What will it be?
187Dēkhō sāl samāpt hō rahā hai vō vidāī lē rahā hai phir yē varṣh kab āyēgā ? 188 ( 5 hazār varṣh kē bād ) tō yē pāñch hazār varṣh K|kē liyē āpsē vidāī lēgā ! 189Jō vidāī lētā hai uskō bhī kuchh diyā jātā hai . 190Dēkhō āp lōg bhī jānē vālē hōtē hō tō āpkō vidāī key|kī gift miltī hai , tō āp is purānē varṣh kō kyā dēgē ?
100Double foreigners speak!
191Kuchh dēgē yā khālī bhēj dēṅgē-jāō , jāō .
101Will there be a percentage!
192Kyā dēgē ?
102Say “yes” or “no”!
193Purānē kō kyā achchhā lagēgā ? 194Purānī chīz .
103Should you be allowed a little freedom?
195 ( kamzōrī dēgē ) bāpdādā nē dēkh ki kamzōrī dētē tō hō lēkin phir vāpas lē lētē hō . 196Dēkhō , vō ( varṣh ) akla vālā hai jō pāñch hazār varṣh K|kē pahlē vāpas nahī̃ āyēgā aur āp purānī chījē̃ vāpas kyō̃ lētē hō ? 197Chiṭkī likhkar dēṅgē-hā̃ … bābā , bas , krōdh mukt hō jāyēṅgē … bahut achchhā likhtē haĩ aur rūhrihān bhī kartē haĩ tō bahut achchhā kāndh hilātē haĩ , hā̃ , hā̃ kartē haĩ . 198Phir patā nahī̃ kyō̃ vāpas lē lētē haĩ .
104Shaktis, would you have a percentage?
199Purānī chījō̃ sē prīt rakhtē haĩ .
105You are not saying “yes” with enthusiasm.
200Phir kahtē haĩ hamnē tō chhōṛ diyā vō hamkō nahī̃ chhōṛtī haĩ .
106You are replying after thinking about it.
201Bāp kahtē haĩ āp chal rahē hō aur chaltē huē kōī kāṇṭā yā aisī chīz āpkē pīchhē cipak jātī hai tō āp kyā karē̃gē ?
107Double foreigners and Bharatwasis: if you pass fully - not to a percentage - then do you know what Brahma Baba will do?
202Yē sōchē̃gē ki yē mujhē chhōṛē yā maĩ chōḍū̃ ?
108He will pat you on the back and say: “Well done!”.
203Kaun chhōṛēgā ?
109What else would he do?
204Achchhā , agar phir bhī vō havā mē̃ uṛtī huī āpkē pās|pass ā jāyē tō phir kyā karē̃gē ? 205Phir rakh dēgē yā phēṅk dēgē ? 206Phēkēṅgē nā ?
110Every day at amrit vela, he will merge you in his arms. 111You will feel that you are swinging in super-sensuous happiness in Brahma Baba’s arms.
207Tō yē chīz kyō̃ nahī̃ phēṅktē ?
112You will receive a big hug from him.
208Agar galatī|galtī sē ā bhī gaī tō jab āpkō pasand nahī̃ hai aur vō chīz āpkē pās|pass phir sē ātī hai tō kyā āp vō chīj sambhāl kar rakhē̃gē ?
113Brahma Baba has a lot of love for the children, and so, at amrit vela, you will receive a hug from him. 114And what will you receive throughout the day?
209Kōī bhī kiskō ġalatī sē bhī agar kōī kharāb chīz dē dēvē tō kyā usē ālmārī mē̃ sajākar rakhē̃gē ? 210Phēṅk dēgē nā ?
115It is shown in a picture of Krishna that a storm came, and the flood water overflowed, so a snake became a canopy of protection.
211Uskī phir sē śhakla bhī nahī̃ dikhāī dē , aisē phēṅkē̃gē . 212Tō yē phir kyō̃ vāpas lētē hō ?
116They have shown the physical aspect about Shri Krishna, but, in fact, it is a spiritual aspect.
213Bāpdādā key|kī yē śhrīmat hai kyā ki vāpas lō|low ? 214Phir kyō̃ lētē hō ? 215Vō tō vāpas āyēgī kyōṅki uskā āpsē pyār hai lēkin āpkā pyār nahī̃ hai .
117So, if any situation arises, or any obstacle comes in front of those who become angels, then the Father himself will become your canopy of protection.
216Uskō āp achchhē lagtē hō aur āpkō vō achchhā nahī̃ lagtā hai tō kyā karnā paṛē ? 217Tō bāpdādā sabhī bachchō̃ kō kahtē haĩ purānē varṣh kō vidāī dēnā arthāt jō bātē̃ dil mē̃ sōchī hai nā , kitnī bātō̃ kā iśhārā diyā ? 218Kitnī bātē̃ haĩ , jyādā hai kyā ? 219 ( 8 bātē̃ haĩ ) tō vidāī kē sāth in āṭh kō hī achchhī tarah sē sajādhajā kar vidāī dē dō .
118Just try it and see.
220Samjhā ? 221Dē saktē hō ? 222Himmat hai dēnē key|kī ?
119BapDada is not just saying this for the sake of it.
223 ( hā̃ jī ) bāpdādā kō sabsē achchhā lagtā hai ki hā̃ jī bahut jaldī kartē haĩ . 224Tō abhī jab varṣh , pāñch hazār varṣh K|kē liyē vidāī lētā hai tō āp kam sē kam yē chhōṭā sā brāhmaṇ janm ēk hī janm hai , jyādā nahī̃ hai , ēk hī hai aur usmē̃ bhī kal kā bharōsā nahī̃ tō vō pāñch hazār key|kī vidāī lētā hai tō āp kam sē kam ēk janm kē liē tō vidāī dō . 225Dē saktē hō ? 226Hā̃ jī tō kartē hō .
120Achcha.
227Lēkin jis samay vō vāpas ātī hai tō sōchtē hō - baṛā muśhkil lagtā hai , chhūṭtā hī nahī̃ hai , kyā karē̃ !
121Those children who are celebrating their Diamond Jubilee, raise their hands! 122BapDada is now speaking to those who are celebrating their Diamond Jubilee.
228Chhōṛō tō chhūṭē . 229Vō nahī̃ chhūṭēgā , āp chhōṛō tō chhūṭēgā .
123You did yoga and tapasya for 14 years, and how many obstacles came in the way?
230Kyōṅki āpnē unsē pyār bahut kar liyā hai tō vō nahī̃ chhōṛēgā , āpkō chhōṛnā paṛēgā . 231Tō purānē varṣh kō is vidhi sē dr̥iṛh saṅkalp aur sampūrṇ niśhchay , is tray mē̃ yē āṭh hī bātē̃ sajā kar uskō dē dō tō phir vāpas nahī̃ āyēṅgī , niśhchay kō hilāō nahī̃ . 232Niśhchay hil jātā hai - kyā huā , hō jāyēgā , abhī dō hazār varṣh pūrē huē nahī̃ , dō hazār tak ṭhīk hō jāyēgā … yē hai niśhchay mē̃ albēlāpan . 233Bāpdādā kō bhī bahut achchhī-achchhī bātē̃ kahtē haĩ-bābā āp phikra nahī̃ karō , dō hazār mē̃ pūrā hō jāyēgā .
124Did anything happen to you?
234Abhī thōṛā-thōṛā … . 235Lēkin dō hazār key|kī date tō bāp nē dī|the nahī̃ hai , tō aisē na hō ki āp dō hazār kā intzār kartē rahō aur naī duniyā kā intzām pahlē sē hō jāyē .
125So, BapDada became your canopy of protection, did he not? 126So many big things came in front of you - the whole world, the leaders, the rulers, the gurus, all became anti, and you Brahma Kumaris remained so firm.
236Isīliyē albēlē mat bannā . 237Revise karō , bār-bār revise karō .
127You even experienced the “beggary” life in a practical way.
238Kyō̃ bhūl jātē hō ? 239Jab kōī kām śhurū kartē hō nā tō bahut achchhā sōchtē hō - maĩ ātmā hū̃ , maĩ ātmā hū̃ , yē bhī ātmā hai , ātmā śharīr sē yē kām karā rahī hai , śhurū aisē kartē hō . 240Lēkin kām kartē-kartē ātmā merge hō jātī hai . 241Āp jō kām kartē hō , usmē̃ hāth tō chaltā hī hai lēkin man-buddhi sahit apnē kō busy kar dētē hō .
128At the time of tapasya, you also witnessed different obstacles:there were guns as well as swords.
242Bhal body conscious kam hōtē hō lēkin action conscious jyādā hō jātē hō .
129All sort of things came in front of you, but there was always the canopy of protection.
243Phir kahtē hō bābā mērē sē kuchh galatī|galtī nahī̃ huī , mainnē kiskō kuchh nahī̃ kahā , lēkin bāpdādā kahtē haĩ ki mānō āp body conscious nahī̃ hō , action conscious hō aur usī samay kuchh hō jāyē tō result kyā hōgī ? 244Soul conscious jitnā tō nahī̃ milēgā . 245Tō iskī vidhi hai bār-bār revise karō , bār-bār check karō . 246Jab kām pūrā hōtā hai phir āp sōchtē hō , lēkin nahī̃ , jab tak natural soul conscious hō jāō tab tak yē sahaj vidhi hai bār-bār revise karnā .
130Was any damage done?
247Revise karē̃gē tō jō pīchhē sōchnā paṛtā hai vō nahī̃ hōgā .
131The people of the world left everything behind, and ran away during the upheaval.
248Tō revise karnē kā time hai ki bahut busy rahtē hō ?
132What happened at the time of the partition of Bharat?
249Kabhī bhī apnā chart check kartē hō tō dō bātē̃ check karō . 250Ēk bāt nahī̃ .
133Everyone ran away, and your tennis court was filled with so many things that it became full.
251Mainnē burā nahī̃ kiyā arthāt kuchh ganvāyā nahī̃ , vō tō ṭhīk huā lēkin jamā kitnā kiyā ?
134They had to leave the things they loved, because of fear. 135They had a lot of love for those things.
252Ganvāyā nahī̃ iskī tō mubārak hō . 253Lēkin ganvāyā bhī nahī̃ aur kamāyā bhī nahī̃ tō vō kis list mē̃ jāyēgā ? 254Tō check karō ki mainnē jamā kitnā kiyā ?
136At that time, the Sindhi community was against you: they insulted you, but they also gave you their belongings and begged you to use whatever beautiful things they had.
255Jamā kā khātā check karō . 256Kyōṅki sārā kalp chāhē rājya karē̃gē , chāhē pūjē jāyēṅgē lēkin jamā abhī karnā hai yā dvāpar mē̃ yā satyug mē̃ karē̃gē ?
137For the people of the world it was upheaval, whereas the Brahma Kumaris used to get a whole bullock-cart of vegetables for five rupees.
257Tō yē check karō ki mainnē jamā kitnā kiyā ?
138All those vegetables for just five rupees!
258Kam sē kam itnā tō jamā karō jō 21 janm royal family mē̃ prālabdh bhōgtē rahō .
139You used to eat those vegetables with so much pleasure.
259Agar cum|kam jamā hōgā tō trētā mē̃ āyēṅgē , satyug miss karē̃gē .
140So the people of the world were afraid, and you were dancing.
260Trētā mē̃ ānā pasand hai ? 261Sārā pahlā-pahlā sukh tō sūryavanśhī lē lē̃gē , chandravanśhiyō̃ kō bād mē̃ bachā huā milēgā .
141So, you saw practically how both Bap and Dada carried out the task of establishment as your canopy of protection with such safety.
262Tō jamā kā khātā check karō .
142Now you can experience this also - you first!
263Sārē din mē̃ jyādā sē jyādā jamā hō tō sahaj hī āp nirvighna hō hī jāyēṅgē aur phariśhtē rūp mē̃ sthit hō jāyēṅgē . 264Tō vidhi kyā huī ? 265Her|har ghaṇṭē revise karō .
143Whatever you want, to whatever extent you want, you can have the practical experience of Brahma Baba’s love, and the canopy of protection in this year of the Diamond Jubilee.
266Kaun-sī conscious rahē ? 267Kar saktē hō ?
144This year has this blessing and easy attainment.
268Hō saktā hai ? 269Bāpdādā nē sabkā chart check kiyā tō total 50 percent bachchē dūsrō̃ kō dēkh svayã albēlē rahtē haĩ . 270Kahā̃-kahā̃ achchhē-achchhē bachchē bhī albēlēpan mē̃ bahut ātē haĩ .
145You will not have to make a lot of effort: you get tired of making effort. 146When someone has become tired of making effort, BapDada also sees that one’s face and has a lot of compassion for that one.
271Yē tō hōtā hī hai … yē tō chaltā hī hai … chalnē dō … sabhī chaltē haĩ … bāpdādā kō hansī ātī hai ki kyā agar ēk nē ṭhōkar khāī tō uskō dēkhkar āp albēlēpan mē̃ ākar ṭhōkar khātē hō , yē samajhdārī hai ? 272Tō is albēlēpan kā paśhchātāp bahut-bahut-bahut baṛā hai . 273Abhī baṛī bāt nahī̃ lagtī hai , hā̃ chalō … lēkin bāpdādā sab dēkhtē haĩ ki kitnē albēlē hōtē haĩ , kitnē aurō̃ kō nīchē jānē mē̃ follow kartē haĩ ? 274Tō bāpdādā kō bahut rahm ātā hai ki paśhchātāp key|kī ghaṛiyā̃ kitnī kaṭhin hōgī .
147So, what will you now do?
275Isliē albēlēpan key|kī lahar kō , dūsrō̃ kō dēkhnē key|kī lahar kō is purānē varṣh mē̃ man sē vidāī dō . 276Jab thōṛā umaṅg-utsāh ātā hai nā tō thōṛē samay kē liē vairāgya ātā hai lēkin vō alpkāl kā vairāgya hōtā hai . 277Isliē jō bāpdādā nē mukt hōnē key|kī bātē̃ sunāī haĩ , uskē ūpar bahut attention dēnā . 278Jitnē purānē hōtē haĩ nā tō dēkhā gayā hai ki purānō̃ mē̃ albēlāpan jyādā ātā hai .
148What will you become?
279Jō pahlē-pahlē kā jōśh , umaṅg hōtā hai , vō nahī̃ hōtā hai . 280Paṛhāī kā bhī albēlāpan ā jātā hai , sab sun liyā , samajh liyā . 281Sōchō , agar samajh liyā , sōch liyā tō bāpdādā paṛhāī pūrī kar dētē . 282Jab student paṛh chukē tō phir kyō̃ paṛhāī paṛhāyē ?
149Angels!
283Phir tō samāpt kar dē̃ nā ! 284Lēkin is albēlēpan kō achchhī tarah sē vidāī dō .
150To move and walk in the angelic form is to become a diamond.
285Aurō̃ kō nahī̃ dēkhō . 286Bāp kō dēkhō . 287Brahmā bāp kō dēkhō .
151What is the sign of the most expensive, invaluable flawless diamond?
288Agar kōī ṭhōkar khātā hai tō mahārathī kā kām hai ṭhōkar sē bachānā , na ki khud follow karnā .
152When you place it in front of a light, it will sparkle brightly, and rays will emanate from it.
289Tō purānē varṣh kō achchhī tarah sē vidāī dēgē nā ?
153Rays of many colours will be visible from it.
290Abhī kitnā bajā hai ? 291Paunē das . 292Achchhā ! 293Tō abhī dō ghaṇṭē haĩ , dō ghaṇṭē mē̃ vidāī kā sāmān taiyār kar dō .
154So, when you become real diamonds - when you become angels - the eight powers will be visible from your angelic forms.
294Bāpdādā dēkhē̃gē ki bāp kō gift dēnē mē̃ jyādā number double vidēśhī lētē haĩ yā bhārat vālē lētē haĩ ? 295Dōnō̃ lē̃gē nā ?
155Just as those rays of colours are visible, in the same way, you have to become diamonds: that is, the form of angels.
296Hā̃ yā nā bōlō . 297Achchhā , double vidēśhī kitnē dēśhō̃ sē āyē haĩ ?
156So, as you walk, and as you move, others will experience the rays of the eight powers.
298 ( 36 ) aur bhārat K|kē kitnē zone āyē ? 299 ( pāñch ) bhārat K|kē pāñch zone sē āyē haĩ aur vō 36 dēśhō̃ sē āyē haĩ .
157Some will feel the power of tolerance from you, others will feel the power of decision making.
300Double vidēśhī sadā bāpdādā kō apnā sāthī samajhkar sāth rahtē haĩ nā .
158Some will have one feeling, and others will have another feeling.
301Jitnā nām hai vidēśh , utnā hī sāth bhī bāp kā nazdīk anubhav kartē hō ? 302Kyōṅki jab tak bāp sāth hai tō māyā bhī bāp kā sāth dēkhkar dūr sē hī bhāg jātī hai . 303Akēlē hōtē hō tō māyā kō chance miltā hai .
159Practise this: for instance, the New Year begins tomorrow, and the Diamond Jubilee also begins tomorrow; so, from tomorrow - that is, in the month of January - practise the angelic form.
304Akēlē nahī̃ hō tō māyā kō chance mil nahī̃ saktā . 305Aur jab bāp svayã offer kartā hai ki maĩ bachchō̃ kā sāthī hū̃ tō bhagvān key|kī offer sārē kalp mē̃ phir milēgī ?
160If you practice this in the first month, then your practice will increase further in the second month, and further still in the third month.
306Tō svayã bāp key|kī offer hai - sāth rahō . 307Kōī bhī muśhkil bāt sāth sē sahaj hō jātī hai .
161The more you practice this, the more others will get the feeling from you. 162Will all of you give this gift?
308Tō sāth kā anubhav hōtā hai ?
163Or will only some of you give it?
309Double vidēśhī brāhmaṇ parivār kā viśhēṣh śhrr̥iṅgār haĩ .
164Achcha, those from Madhuban will give a gift, will you not?
310Jaisē āj viśhēṣh śhrr̥iṅgār kiyā hai nā .
165Those from Madhuban are clever in saying “Ha ji”.
311 ( pūrī stage sugandhit fool|phūl mālāō̃ sē sajāī gaī hai ) achchhā lagtā hai nā ! 312Tō āp lōg bhī ēk - ēk ratna brāhmaṇ parivār kā śhrr̥iṅgār hō . 313Tō śhrr̥iṅgār kabhī gir nahī̃ jāyē , śhrr̥iṅgār gir gayā tō kaisē lagēgā ?
166Those from Gyan Sarovar (who are listening to the murli also) will become angels, and all those sitting in the cabins who are translating, and providing light and sound, all have become double light angels.
314Abhī śhrr̥iṅgār kiyā hai aur gir jāyē tō kyā achchhā lagēgā ?
167You do not find it difficult, do you?
315Sadaiv samjhō ki ham brāhmaṇ parivār K|kē tāj K|kē hīrē haĩ .
168You have had love for the body for 63 births, so will it not be difficult?
316Tō tāj sē ēk bhī hīrā gir jāyē tō achchhā lagēgā ? 317Tō itnā apnā mahatva samjhō . 318Sādhāraṇ nahī̃ samjhō , mahān hō .
169For those who have determined faith, victory cannot be prevented, even if the five elements - or however many souls - oppose you.
319Achchhā hai , chārō̃ ōr sē sēvā K|kē samāchār bhī bahut achchhē ātē rahtē haĩ . 320Bhārat K|kē apnē programme haĩ , vidēśh K|kē apnē haĩ .
170And they will oppose you, but because you have firm faith, you will be able to face their opposition with the power to accommodate.
321Tō sēvā mē̃ apnē kō busy rakhtē haĩ aur sadā rakhnā bhī hai . 322Sēvā safety kā sādhan hai .
171This has been the wonder from the beginning, of Father Brahma and the special children, in the 60 years of establishment.
323Jitnā apnē kō busy rakhē̃gē utnā safe rahē̃gē . 324Samjhā ?
172You never had any fluctuation in your faith.
325 ( vidēśh sē sindhī bhāī-bahinō̃ kā group āyā hai , bāpdādā nē sabhī kō āgē bulākar biṭhāyā ) itnā baṛā brāhmaṇ parivār dēkh khuśhī hōtī hai ? 326Dēkhō kitnē haĩ āpkē parivār mē̃ ! 327Aur sārā parivār chunē huē śhrēṣhṭh ātmāō̃ kā hai . 328Tō bhārat vālē āp lōgō̃ kō dēkhkar khuśh hōtē haĩ kyōṅki khās jō barakhilāph thē vō phēvar mē̃ hō gayē .
173Brahma Baba’s words were always: “Victory is guaranteed”.
329Sindh mē̃ kākē , chāchē , māmē , gāyan bhī hai māmā , kākā , chāchā … tō unhī̃ parivār sē nikal āyē .
174So today, Brahma Baba especially gave a lot of love and congratulations to all the children.
330Tō kitnē lucky hō . 331Sindhī lōg bahut barakhilāph thē nā aur abhī nazdīk āyē haĩ isīliyē is group kō nazdīk biṭhāyā hai . 332Āpkā group sab khuśh hai ? 333Achchhā .
175No matter how many of you there are, whether you are 400,000 or 1.4 million, Brahma Baba’s arms are so big that all of you can merge in his arms at the same time.
334Sabhī double vidēśhī sadā bāp K|kē sāthī haĩ isīliyē sāthī kā sthān kaun sā hai ? 335Sāthī kahā̃ rahtē haĩ ? 336Diltakhta par .
176This is why, on the path of bhakti, they show the huge-form image of God in which everyone is merged.
337Tō rahtē hō yā kabhī-kabhī utar ātē hō ? 338Sadā bāp K|kē sāthī haĩ , isīliyē takht naśhīn haĩ , adhikār hai takht par .
177So, all of you are merged in Brahma Baba’s arms no matter what happens.
339Jō sāthī hōtā hai , mānō rājā hai , abhī rājā takht par baiṭhēgā tō rānī adhikārī hai nā . 340Kyōṅki sāthī hai .
178Just as a little child goes and hides in his mother’s or father’s arms, so you should do the same.
341Tō āp sabhī double vidēśhī sāthī hō nā ?
179You are still children are you not? 180Or have you grown up?
342Tō āpkā diltakhta saṅgamyug kā adhikār hai . 343Iskā matlab yē nahī̃ hai ki bhāratvāsī nahī̃ haĩ .
181In front of the Father, someone who is a hundred years old is still a little child.
344Abhī double vidēśhiyō̃ sē bāt kar rahē haĩ isliyē double vidēśhī kah rahē haĩ , bākī jō bhī sāthī haĩ vō sab adhikārī haĩ .
182So, no matter what happens to you, just go and merge in Brahma Baba’s arms - that is all. 183This is easy, isn’t it?
345Phir bhī dauṛ - dhūp karkē pahũch tō jātē hō nā ! 346Tō kyā yād rakhē̃gē ?
184You are sitting here in the old year, but are celebrating the new year.
347Kaun hō ? 348Sāthī haĩ aur takhtnaśhīn haĩ .
185How will you bid farewell to the old year?
349Samjhā ? 350Bhārat vāsiyō̃ prati
186Will you just sing songs, dance, and have fun?
351Bhāratvāsī ṭhīk haĩ ? 352Bhāratvāsiyō̃ kō tō naśhā hai ki agar bhārat mē̃ bāp nahī̃ ātē tō vidēśhī kahā̃ sē ātē ?
187The year is finishing - it is taking its leave from you - it will come back after 5000 years, and not before that.
353Kyōṅki bāpdādā kō drama mē̃ garīb nivāz kahā jātā hai tō vidēśh garīb nahī̃ hai , bhārat garīb hai aur bāp kō garīb pasand haĩ .
188Generally you give a farewell gift to whoever takes leave from you, so what will you give? 189Your old things your weaknesses?
354Isīliyē garīb sē garīb bhārat mē̃ āyā , london mē̃ nahī̃ āyā .
190BapDada has seen that you give your weaknesses, but you then take them back.
355America mē̃ bhī nahī̃ āyā . 356Bhārat avināśhī hai . 357Avināśhī khaṇḍ phir bhī bhārat hī hōgā .
191Look - the year doesn’t return - it is very wise - it doesn’t come back for 5000 years.
358Yē America tō abhī nikalī hai , abhī khatm hō jāyēgī .
192So why do you take back the old things?
359Bāp avināśhī hai tō avināśhī khaṇḍ mē̃ hī ātā hai .
193You say “we let go of them but they don’t let go of us”.
360Bhārat kō naśhā bhī bahut hai . 361Bhārat kō sabsē baṛā naśhā hai ki hamnē bhagvān kō bhī apnē pyār K|kē rassī mē̃ bāndh liyā hai .
194If a thorn came at you, flying through the air, would you keep it or would you throw it away?
362Dēkhō abhī bhī bhārat mē̃ ātē haĩ nā .
195Would you keep it as a decoration in the cupboard?
363Āp sabkō bhī bhārat mē̃ milnē ānā hai . 364Tō bhārat bhī cum|kam nahī̃ aur vidēśh bhī cum|kam nahī̃ .
196No - you would throw it away and would not want to see it again.
365Dōnō̃ lāḍlē haĩ .
197So why do you take this back?
366Achchhā . 367 ( sindhī bhāī-bahinō̃ sē ) kitnē āyē haĩ ?
198Does BapDada tell you to take it back - do you have this shrimat?
36870 āyē haĩ .
199Bid farewell.
369Abhī phir mālā pūrī karkē āyēṅgē .
200If you let go, you will become free.
370Dō prakār K|kē āyē haĩ .
201Don’t allow your faith to fluctuate.
371Lēkin ātē-ātē ākhir jāyēṅgē kahā̃ ?
202You say “so what if it happened?
372Kitnā bhī kōśhiśh karē̃ kinārē karnē key|kī , lēkin nahī̃ hō saktā .
203It will happen, because the 2000 years have not yet ended.
373Bāp kō chhōṛ saktē hō ?
204Everything will be all right by 2000”.
374Bāp kahē āp nahī̃ āō phir kyā karē̃gē ?
205This is carelessness in faith.
375 ( āyēṅgē ) kyō̃ āyēṅgē ? 376Bāp kahē nahī̃ āō phir bhī āyēṅgē kyō̃ ? 377Kahō adhikār hai mērā .
206BapDada has not given you the date 2000. So do not keep waiting for the year 2000 - let the new world be ready before that time.
378Mērā ghar hai , mērā bāp hai .
207Why do you forget you are a soul?
379Tō adhikār hai . 380Sōchtē haĩ bābā milēgā , nahī̃ milēgā , dēkhēgā , nahī̃ dēkhēgā … .
208You begin something with good thoughts, but whilst working, the thought of the soul merges.
381Dēkh liyā nā ! 382Abhī inhō̃ kō sabhī sindhiyō̃ kō jagānā hai .
209You mind and intellect become very busy in your task.
383Sab ōr jag rahē haĩ . 384Jitnā baṛā karnā chāhō karō . 385Aisī season mē̃ karō jō sab hotel pahlē sē book kar lē̃ .
210Your hands have to function anyway, but you also engage your mind and intellect, and make them busy as well.
386Jis hotel mē̃ bhī jāyē̃ tō brahmākumāriyō̃ kā hō .
211If not body consciousness, this is action consciousness.
387Jagānā tō sabkō hai aur bhārat mē̃ tō jagānē K|kē bahut achchhē-achchhē programme rakhē haĩ .
212If something happened at that time what would the result be? 213Being action conscious is not the same as being soul conscious.
388Bāpdādā kē pās sab samāchār āyē haĩ ki bhārat jump lagā rahā hai ki bhārat mē̃ kōnē-kōnē mē̃ sandēśh mil jāyē .
214So revise your consciousness again and again, until you become naturally soul conscious. 215Check - “what have I accumulated?”.
389Kōī rah nahī̃ jāyē . 390Tō yē bahut achchhī bāt hai .
216At least accumulate enough to go into the golden age.
391Ulahnā pūrā hō jāyēgā . 392Youth sē 393Youth key|kī retreat chal rahī hai . 394Dēśh-vidēśh kā milkar programme hō rahā hai .
217The sun dynasty souls will take the first period of happiness, and those of the moon dynasty will receive the left-overs later on.
395Inkā teacher kaun hai ?
218BapDada checked everyone’s chart.
396Tō achchhā lagtā hai youth kō ? 397Student bhī rājī aur teacher bhī rājī , dōnō̃ rājī .
219Totally, 50% of the children have been seeing others, and have been careless.
398Achchhā . 399Bahut achchhā promise kiyā hai , pakkā rakhnā .
220In some cases, even very good children become careless.
400Sabhī nē milkar jō promise kiyā hai vō mukh sē bōlō . 401 ( sabhī nē bōlkar promise key|kī ) bahut achchhā , tālī bajāō .
221BapDada is amused on seeing how if one person stumbles, the other also becomes careless and experiences the same thing.
402Achchhā . 403Dēkhō aisē dēśh-vidēśh K|kē youth ikaṭṭhē hōkar kamāl karkē dikhāyē̃ tō government kyā karēgī ? 404Jab dēkhēgī ki dēśh-vidēśh K|kē sab milkar dr̥iṛh saṅkalp kiyā hai tō āp youth K|kē saṅkalp kē āgē āpēhī surrender hō jāyēṅgē . 405Kabhī programme banāyēṅgē tō dēśavidēś K|kē youth india key|kī government kō jagāyēṅgē .
222Is this being sensible?
406Vō bhī khuśh hōṅgē . 407Achchhā !
223The repentance for being careless is very very severe.
408Chārō̃ ōr K|kē chamaktē huē sachchē ḍāyamaṇḍas kō , sadā niśhchay aur dr̥iṛh saṅkalp dvārā svayã kō sachchā diamond banāē aurō̃ kō banānē vālē , sadā bāpdādā K|kē samān double light phariśhtā svarūp mē̃ sthit hōnē vālē śhrēṣhṭh ātmāyē̃ , sadā bāp aur sēvā dōnō̃ mē̃ busy rahnē vālē māyājīt sō viśhva K|kē rājya-bhāgya jīt , aisē saṅgamyugī diamonds kō bāpdādā kā yād-pyār aur namastē . 409Dēkhō , yah yahā̃ kā rivāz hai 12 bajē bēl bajēgā , tō bāpdādā kō bachchō̃ key|kī bāt rakhnī paṛtī hai . 410Vaisē tō 11 bajē bēl lagāō yā 12 bajē . 411Brāhmaṇ nahī̃ manāyēṅgē tō kaun manāyēṅgē !
224BapDada sees everything - how you follow others in going down.
412 ( diamond jubilee K|kē uplakṣhya mē̃ bachchō̃ nē gīt gāyē , nayē varṣh key|kī badhāiyā̃ dī|the , card ādi bāpdādā kō diyē , tatpaśhchāt nayē varṣh kā śhubhārambh hōtē hī bāpdādā nē sabhī kō badhāiyā̃ dī|the ) 413Āj K|kē din double mubārak hai . 414Ēk nayē varṣh key|kī aur dūsrī diamond jubilee varṣh key|kī . 415Tō sadā is varṣh kō apnē dōnō̃ svarūp ēk double light phariśhtā aur dūsrā sachchā diamond , bēdāg diamond , amūlya diamond .
225BapDada feels a lot of mercy the moments of repentance will be so difficult.
416Tō diamond bankar anēk ātmāō̃ kō diamond banānā - yahī is varṣh kā lakṣhya hai .
226So, in this old year, bid farewell from your heart to the wave of carelessness, and the wave of looking at others.
417Aur bāpdādā jāntē haĩ ki brāhmaṇ bachchē lakṣhya aur lakṣhaṇ kō sāth-sāth karkē dikhātē haĩ . 418Tō yē diamond jubilee varṣh anēk ātmāō̃ K|kē , bāp K|kē samīp ānē kā varṣh hai . 419Aur sāth-sāth yah varṣh sahaj bāp kē sāth rahnē sē sahaj hī prāpti kā varṣh hai . 420Isliē chārō̃ ōr K|kē bachchē is sahaj vardān kā pūrā-pūrā lābh lē̃gē aur aurō̃ kō dilāyēṅgē .
227It has been seen that the older ones have greater carelessness.
421Diamond good night aur goodmorning dōnō̃ . 422Chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ K|kē bahut khuśhī aur umaṅg-utsāh K|kē card milē , patra bhī milē aur sabhī kō return mē̃ double pyār aur mubārak hō . 423 ( 4 January kō talahṭī mē̃ bahut baṛē hall|hāl kā foundation sṭōn lagā rahē haĩ , yah samāchār bāpdādā kō sunāyā gayā ) 424Jab diamond jubilee mē̃ sēvā karē̃gē tō unhō̃ kō baiṭhnē kē liē jagah banāī hai ki āp bāhar baiṭhē̃gē unhō̃ kō andar biṭhāyēṅgē , kyā karē̃gē ?
228The initial force and zeal do not last long.
425Āp andar hī baiṭhē̃gē , bāhar nahī̃ . 426Agar bāhar mike mē̃ sunnē āyē tō andar baiṭhē̃gē ?
229There is carelessness in the study, also - you feel you have heard and understood everything.
427Tō kyā karnā paṛē ? 428Isī śhubh saṅkalp sē abhī nīchē jyādā mē̃ jyādā mil sakē , baiṭh sakē , uskē liē pahlē stage kā foundation ḍāl rahē haĩ aur sabhī ḍālē̃gē nā .
230Just think about it - if you had understood everything, BapDada would have finished the education - you would have finished the study.
429Chārō̃ ōr K|kē dēśh-vidēśh K|kē bachchō̃ K|kē aṅgulī sē jab gyān sarōvar ban gayā tō yē tō uskē āgē kuchh bhī nahī̃ hai . 430Vō tō sabhī K|kē saṅkalp aur sahyōg sē sahaj sē sahaj bannā hī hai . 431Āpkō pasand hai ? 432Double vidēśhiyō̃ kō jyādā achchhā lagtā hai ki bhāratvāsiyō̃ kō achchhā lagtā hai ?
231Bid farewell to this carelessness for good.
433Dōnō̃ kō achchhā lagtā . 434Tō phir foundation ḍālnā arthāt aṅgulī dēnā .
232Do not look at others, but look at the Father. 233Look at father Brahma.
435Pahāṛ tō uṭhā hī paṛā hai . 436Ṭhīk hai nā ? 437Dēśh aur vidēśh kā saṅgaṭhan kā mēlā hai tō dēśh aur vidēśh dōnō̃ milkar jō foundation ḍālē̃gē vō kitnā achchhā hōgā ! 438Tō jō bhī hōṅgē un sabkē taraph sē us dharnī par snēh sē foundation ḍālē̃gē .
234To all the real sparkling diamonds in all directions.. to those who make themselves and others into real diamonds, with faith and determined thoughts.. to the elevated souls who stabilise themselves in the double-light angelic form, the same as BapDada.. to the conquerors of Maya, and so the conquerors of the fortune of the world, who remain busy in remembrance and service.. to such Confluence-Aged diamonds: love, remembrance, and namaste, from BapDada.
439Achchhā !
235* * * O MS H A N T I * * *