मंगलवार 27 फ़रवरी 1996 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 127-02-96 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 27-02-1996 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2 satyatā kā foundation hai pavitratā aur niśhānī hai-calan vā chēhrē mē̃ divyatā
1The Foundation of Truth is Purity and the Sign of this is Divinity in one's Activity.
3Āj sat-bāp , sat-śikṣak , satguru apnē chārō̃ ōr K|kē satyatā K|kē śhakti svarūp bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .
2Today, the true Father, the true Teacher and the Satguru is seeing in all directions his children who are the embodiment of the power of truth.
4Satyatā kā foundation pavitratā hai . 5Aur satyatā kā practical pramāṇ chēhrē par aur chalan mē̃ divyatā hōgī .
3The foundation of truth is purity, and the practical proof of truth is divinity on your face and in your activity.
6Duniyā mē̃ bhī anēk ātmāyē̃ apnē kō satyavādī kahtē haĩ vā samajhtē haĩ lēkin sampūrṇ satyatā pavitratā K|kē ādhār par hōtī hai .
4Many souls in the world call themselves true or consider themselves to be truthful, but the only real basis of truthfulness is purity.
7Pavitratā nahī̃ tō sadā satyatā rah nahī̃ saktī hai .
5If there isn't purity, there cannot be constant truthfulness.
8Tō āp sabkā foundation kyā hai ?
6So what is the foundation of all of you?
9Pavitratā .
7Purity.
10Tō pavitratā K|kē ādhār par satyatā kā svarūp svataḥ aur sahaj sadā hōtā hai .
8Being the embodiment of truth on the basis of purity is constant and easy.
11Satyatā sirph sach bōlnā , sach karnā iskō nahī̃ kahā jātā lēkin sabsē pahlā satya jissē āpkō pavitratā key|kī vā satyatā key|kī śhakti I|āī|eye , tō pahlī bāt hai apnē satya svarūp kō jānā , maĩ ātmā hū̃-yē satya svarūp pahlē nahī̃ jāntē thē .
9Truth is not just speaking the truth and doing that which is true, but the first truth is that through which you receive the power of purity or the power of truth. 10Therefore, the first aspect is to know your true form: I am a soul. 11You did not know this true form previously.
12Lēkin pahlā satya apnē svarūp kō jānā .
12So the first truth is to know yourself in your true form.
13Maĩ phalānī hū̃ yā phalānā hū̃ , body K|kē hisāb sē vah satya svarūp thā ?
13Did you have the form of truth on the basis of "I am Soandso or I am suchandsuch?"
14Satya svarūp hai pahlē sva svarūp aur phir bāp K|kē satya parichay kō jānā .
14To know the true form is to firstly know your own form and then to have the introduction of the Father.
15Achchhī tarah sē apnā satya svarūp aur bāp kā satya parichay jān liyā hai ?
15Do you know your own true form very well and do you have the Father's true introduction?
16Tīsrī bāt-is sr̥iṣhṭi chakra kō bhī satya svarūp sē jānā . 17Yah chakra kyā hai aur ismē̃ mērā part kyā hai !
16Thirdly, you also know the world cycle in its true form: what this cycle is and what your part in it is?
18Tō apnā part achchhī tarah sē spaṣhṭ rūp sē jān liyā ?
17You now know your part very clearly. 18Do you now know your part?
19Āpkā part achchhā hai nā ?
19Your part is very good, is it not?
20Sabsē achchhā part saṅgamyug kā kahē̃gē .
20The best part is said to be of the confluence age.
21Lēkin āpkā dēv ātmā kā part bhī viśhva mē̃ sārē chakra key|kī ātmāō̃ sē śhrēṣhṭh hai .
21However, compared to the souls of the world throughout the cycle, even your part of being deity souls is also elevated.
22Chāhē dharm ātmāyē̃ , mahān ātmāyē̃ bhī part bajātī haĩ lēkin vō ātmā aur śharīr dōnō̃ sē pavitra nahī̃ haĩ aur āp dēv ātmāyē̃ śharīr aur ātmā dōnō̃ sē pavitra haĩ , jō sārē kalp mē̃ aur kōī ātmā aisī nahī̃ .
22Even though the religious leaders and the great souls play their part, those souls are not pure in both body and soul, whereas you deity souls are pure, both in body and in soul, which no other souls throughout the kalpa can be.
23Tō pavitratā kā foundation sivāē āpkē aur kōī bhī ātmā kā śhrēṣhṭh nahī̃ hai .
23So, no one, apart from you souls, has the elevated foundation of purity.
24Āpkō dēv ātmā kā part yād hai ?
24Do you remember the part of the deity souls?
25Pāṇḍavō̃ kō yād hai ?
25Do you remember it?
26Dēv ātmā key|kī pavitratā natural rūp mē̃ rahī hai .
26Do the Pandavs remember it? 27Deity souls have natural purity.
27Mahān ātmāyē̃ , ātmāō̃ kō pavitra banātī haĩ lēkin bahut purūṣhārth sē , natural nahī̃ .
28Mahatmas make other souls pure, but on the basis of a lot of effort; it is not natural.
28Na natural hai na nature rūp mē̃ hai . 29Aur āpkī ādhā kalp pavitratā key|kī jīvan natural bhī hai aur nature bhī hai .
29Neither is it natural, nor is it part of their nature, whereas for you, you have a natural life of purity for half a kalpa and you also have that nature.
30Kōī purūṣhārth vahā̃ nahī̃ hai .
30You do not make any effort for this there.
31Yahā̃ kā purūṣhārth vahā̃ natural hō jātā hai . 32Kyōṅki vahā̃ apavitratā kā nām-niśhān nahī̃ , mālūm hī nahī̃ ki apavitratā bhī hōtī hai .
31The effort made here becomes natural there, because there, there is no name or trace of impurity. 32You are not even aware that there is such a thing as impurity.
33Isliē āpkē pavitratā kā practical svarūp dēvtā arthāt divyatā kā hai .
33This is why the practical form of your purity is that of the deities, that is, of divinity.
34Is samay duniyā vālē kitnā bhī apnē kō satyavān samajhē̃ lēkin sva svarūp key|kī satyatā hī nahī̃ jāntē .
34At this time, no matter how truthful people of the world consider themselves to be, they still do not know the truth of their original form.
35Bāp K|kē satya parichay kō hī nahī̃ jāntē .
35They do not have the true introduction of the Father.
36Tō sampūrṇ satya svarūp nahī̃ kahē̃gē .
36So you cannot call theirs the completely true form.
37Āpmē̃ bhī satyatā key|kī śhakti sadā tab rahēgī jab apnē aur bāp K|kē satya svarūp key|kī smr̥iti rahēgī , tō svataḥ hī her|har saṅkalp bhī āpkā satya hōgā .
37You can only have the power of truth constantly when you have the awareness of the true form of yourself and the Father. 38So then, your every thought will constantly be true.
38Abhī kabhī bhūl bhī jātē hō , body conscious mē̃ ā jātē hō tō saṅkalp sadā satyatā K|kē śhaktiśhālī hō , pavitratā K|kē śhaktiśhālī hō , vah sadā nahī̃ rahtā .
39At present, when you become body conscious, even you sometimes forget, and so your thoughts are not constantly filled with the power of truth or the power of purity. 40Do you constantly have these types of thoughts or do you even have waste thoughts?
39Sadā rahtā hai ki vyarth bhī hōtā hai ?
41Would you call waste thoughts true thoughts?
40Tō vyarth kō satya kahē̃gē ?
42You would not, would you?
41Jhūṭh tō bōlā hī nahī̃ tō kyō̃ nahī̃ satya hai ?
43You did not speak anything false, so why would you not call them true?
42Agar kōī yah samajhkar baiṭhē ki maĩ kabhī bhī jhūṭh nahī̃ bōltī , sadā sach bōltī lēkin satyatā key|kī parakh hai ki saṅkalp , bōl , karma , sambandh-sampark sabmē̃ divyatā anubhav hō .
44If someone were to say: "I don't ever speak a lie, I always speak the truth", then the recognition of this is that there would constantly be divinity experienced in that one's thoughts, words, deeds, relationships and connections.
43Bōl sach rahē haĩ lēkin divyatā nahī̃ hai , dēkhtē hō nā-kaī bār-bār kahē̃gē maĩ sach bōltī , maĩ sach bōltī .
45If your words are the truth but there isn't that divinity in them, then one would see that you repeatedly say: I am telling the truth, I am telling the truth.
44Maĩ sadā sachchī hū̃ lēkin bōl mē̃ , karma mē̃ agar divyatā nahī̃ hai tō dūsrē kō āpkā sach , sach nahī̃ lagēgā .
46If you are constantly truthful and yet there isn't that divinity in your words and deeds, then others would not feel your truthfulness to be honest.
45Yahī samajhē̃gē ki yah apnē kō siddh kar rahī hai lēkin samajh mē̃ nahī̃ ātā ki yah satya hai .
47They would feel that you are only trying to prove yourself; they would not feel it to be the truth.
46Satya kō siddha karnē kē liē siddha karnē key|kī āvaśhyaktā nahī̃ hai .
48In order to prove the truth, there is no need to prove it.
47Agar apnē satya kō jidda sē siddh kartē haĩ tō vah divyatā dikhāī nahī̃ dētī hai . 48Yē sādhāraṇtā hai , jō duniyā mē̃ bhī kartē haĩ .
49If you prove your own truthfulness with stubbornness, that divinity would not be visible; it would only be something ordinary, because everyone in the world also does that.
49Aur bāpdādā satya key|kī niśhānī ēk slōgan mē̃ kahtē haĩ , sākār dvārā bhī sunā jō sachchā hōgā vah kaisē dikhāī dēgā ! 50Sach tō nach .
50How would the truth be visible? 51BapDada gives the definition of the sign of truth in one slogan which you also heard from sakar Baba: 52Where there is truth, the soul dances.
51Sadā khuśhī mē̃ nāchtā rahēgā .
53The soul will constantly dance in happiness.
52Jab jidda karkē siddha kartē tō āp apnā yā dūsrē kā chēhrā note karē̃gē tō vah khuśhī kā nahī̃ hōgā .
54When you try to prove yourself with that stubbornness, then if you look at your own or someone else's face, there would not be that happiness on it.
53Thōṛā sōchnē kā aur thōṛā udāsī kā hōgā .
55The face would be filled with thoughts and sadness.
54Nāchnē kā nahī̃ hōgā .
56It would not be a face of one who is dancing.
55Sach tō biṭhō nach , sachchā khuśhī mē̃ nāchtā hai .
57Where there is truth, the soul dances in happiness.
56Tō khuśhī mē̃ jīvan K|kē din yā rāt bahut achchhī lagtī hai .
58Days and nights spent in happiness are enjoyed very much.
57Aur thōṛā bhī satya mē̃ asatya mix hai tō us samay key|kī jīvan itnī achchhī nahī̃ lagēgī .
59But if there is the slightest untruth mixed with the truth, those moments of life are not enjoyed so much.
58Tō satyatā kā arth|earth hī hai satya svarūp mē̃ sthit hōkar chāhē saṅkalp , chāhē bōl , chāhē karma karnā .
60The meaning of truth is to be stable in your form of truth and then create thoughts, speak words and perform deeds.
59Ājkal duniyā vālē tō spaṣhṭ kahtē haĩ ki ājkal sachchē lōgō̃ kā chalnā hī muśhkil hai , jhūṭh bōlnā hī paṛēgā .
61Nowadays, people of the world clearly say for themselves: It is difficult for people to remain honest, they have to tell lies.
60Lēkin kaī samay par , kaī paristhitiyō̃ mē̃ brāhmaṇ ātmāyē̃ bhī mukh sē nahī̃ bōltī lēkin andar samajhtī haĩ ki kahā̃-kahā̃ chaturāī sē tō chalnā hī paṛtā hai . 61Uskō jhūṭh nahī̃ kahtē lēkin chaturāī kahtē haĩ .
62However, at certain times, in certain situations, although Brahmin souls do not speak lies through their lips, internally, you understand that, sometimes, you may tell others a lie, that you have to be very clever with others.
62Tō chaturāī kyā hai ?
63So what is the cleverness?
63Yah tō karnā hī paṛtā hai !
64That of course you have to be this!
64Tō vah spaṣhṭ bōltē haĩ aur brāhmaṇ royal bhāṣhā mē̃ bōltē haĩ .
65So those people speak lies clearly, whereas Brahmins speak it with a royal language.
65Phir kahtē haĩ mērā bhāv nahī̃ thā , na bhāvnā thī na bhāv thā lēkin karnā hī paṛtā hai , chalnā hī paṛtā hai .
66They then say: This was not my intention. 67It was neither my feeling nor my intention, but I had to do this; I have to interact in this way.
66Lēkin brahmā bāp kō dēkhā , sākār hai nā , nirākār kē liē tō āp bhī sōchtē hō ki śhiv bāp tō nirākār hai , ūpar majē mē̃ baiṭhā hai , nīchē āvē tō patā paṛē kyā hai !
68However, you saw Brahma Baba, for he too was in the corporeal form. 69Of course, for the incorporeal One, you think: Father Shiva is incorporeal. 70He is sitting up above enjoying Himself; if He were to come down here, then He would know!
67Lēkin brahmā bāp tō sākār svarūp mē̃ āp sabkē sāth hī rahē , student bhī rahē aur satyatā va pavitratā kē liē kitnī āpōzīśan huī tō chālākī sē chalā ?
71However, Brahma Baba, in his corporeal form, stayed with all of you. 72He was a student and he also had to withstand so much opposition for the sake of truth and purity. 73Yet he managed to interact with even those who were so clever.
68Lōgō̃ nē kitnā rāy dī|the ki āp sīdhā aisē nahī̃ kahō ki pavitra rahnā hī hai , yah kahō ki thōṛā-thōṛā rahō .
74So many people advised him: Do not tell people directly that they have to remain pure. 75Instead, tell them that they have to remain a little pure.
69Lēkin brahmā bāp ghabrāyā ?
76However, was Brahma Baba afraid?
70Satyatā key|kī śhakti dhāraṇ karnē mē̃ sahanśhakti key|kī bhī āvaśhyaktā hai .
77In order to imbibe the power of truth, you also need the power to tolerate.
71Sahan karnā paṛtā hai , jhuknā paṛtā hai , hār mānnī paṛtī hai lēkin vah hār nahī̃ hai , us samay kē liē hār lagtī hai lēkin hai sadā key|kī vijay .
78You have to tolerate, you have to bow down. 79You have to accept defeat; however, that defeat is not defeat. 80Although it feels like defeat at that time, it is victory for all time.
72Satyatā key|kī śhakti sē āj diamond jubilee manā rahē haĩ .
81With the power of truth, you are today celebrating the Diamond Jubilee.
73Agar pavitratā aur satyatā nahī̃ hōtī tō āj āpkē chēhrō̃ sē , chalan sē ānē vālō̃ kō jō divyatā anubhav hōtī hai vah nahī̃ hōtī .
82If you hadn't had purity or truth, then others would not have experienced on your face and in your activity the divinity that they experience today.
74Chāhē pyādā bhī hai , number-vār tō hai hī nā . 75Mahārathī bhī haĩ , nām K|kē mahārathī nahī̃ , lēkin jō sachchē mahārathī haĩ arthāt satyatā key|kī śhakti sē chalnē vālē mahārathī haĩ . 76Jō paristhiti kō dēkhkar satyatā sē zarā bhī kinārā kar lētē , kahtē haĩ aur kuchh nahī̃ kiyā ēk dō śhabda aisē bōl diyē , dil sē nahī̃ bōlē aisē bāhar sē thōṛā bōl diyē tō yah sampūrṇ satyatā nahī̃ hai .
83Even if you are part of the infantry it is numberwise after all even if you are maharathis, not just those who are maharathis in name, but true maharathis, that is, those who are moving along with the power of truth are the true maharathis, if you step away from the truth on seeing the external situations, saying: "I didn't say anything else, I just spoke a few words externally. 84I didn't mean that in my heart, I just spoke those few words physically", then that is not being completely truthful.
77Satyatā kē pīchhē agar sahan bhī karnā paṛtā tō vah sahan nahī̃ hai bhal bāhar sē lagtā hai ki ham sahan kar rahē haĩ lēkin āpkē khātē mē̃ vah sahan śhakti K|kē rūp mē̃ jamā hōtā hai .
85If, because of truth, you have to tolerate something, then that is not really tolerating. 86Externally, you may feel that you are tolerating something, but that is being accumulated in your account of the power of tolerance.
78Nahī̃ tō kyā hōtā ki agar kōī thōṛā sā bhī sahan karnē mē̃ kamjōr hō jātā hai tō usē asatya kā sahārā jarūr lēnā paṛtā hai .
87Otherwise, what happens is that if someone is even a little weak in tolerating something, then he definitely has to take the support of falsehood.
79Tō us samay aisē lagtā hai jaisē sahārā mil gayā , ṭhīk hō gayā lēkin uskē khātē mē̃ sahanśhakti jamā nahī̃ hōtī hai .
88For that time, it feels as though he has found a support and that everything is all right, but he does not accumulate the power to tolerate in his account.
80Tō bāhar sē aisē samajhē̃gē ki ham bahut achchhē chaltē haĩ , hamkō chalnē key|kī chaturāī ā gaī hai , lēkin agar apnā khātā dēkhē̃gē tō jamā kā khātā bahut kam hōgā .
89Externally, he would feel that he is moving along very well, that he now knows the art of moving along cleverly. 90However, if he were to see his account, he would see that he has accumulated very little.
81Isliē chaturāī sē nahī̃ chalō , ēk dō kō dēkhkar bhī kāpī kartē haĩ , yah aisē chaltī hai nā tō iskā nām bahut achchhā hō gayā hai , yah bahut āgē hō gaī hai aur ham sachchē chaltē haĩ nā tō ham pīchhē kē pīchhē hī rah gayē .
91Therefore, do not move along with this cleverness. 92Sometimes, you even move along whilst watching one another: This one is moving along in that way and her name has been glorified a lot; she has moved forward a great deal, whereas because we are honest and truthful, we are left behind.
82Lēkin vah pīchhē rahnā nahī̃ hai , vah āgē baṛhnā hai .
93However, that is not remaining behind; that is actually moving forward.
83Bāp kē āgē , āgē baṛhtē hō aur dūsrō̃ kē āgē chāhē pīchhē dikhāī bhī dō lēkin kām kissē hai !
94In front of the Father, you are moving forward. 95Even if, in front of others, it seems like you are moving backwards, with whom are you ultimately concerned?
84Bāp sē yā ātmāō̃ sē ?
96With the Father or with other souls?
85 ( bāp sē ) tō bāp K|kē dil mē̃ āgē baṛhnā arthāt sārē kalp K|kē prālabdh mē̃ āgē baṛhnā .
97Whom are you concerned with? 98With the Father. 99So, to move forward in the Father's heart means to move forward in your reward for the entire kalpa.
86Aur agar yahā̃ āgē baṛhnē mē̃ ātmāō̃ kō copy kartē hō , tō us samay kē liē āpkā nām hōtā hai , śhān miltā hai , bhāṣhaṇ karnē vālī list mē̃ ātē hō , centre sambhālnē key|kī list mē̃ ātē hō lēkin sārē kalp key|kī prālabdh nahī̃ bantī .
100However, if you copy souls here in moving forward, then you earn your name for that time, and you receive that regard; you come into the list of those who give lectures, you come into the list of those who look after centres, but it is only for that short time, you do not create a reward for the entire kalpa.
87Jiskō bāpdādā kahtē haĩ mēhnat key|kī , bīj ḍālā , vr̥ikṣha baṛā kiyā , phal bhī nikalā lēkin kachchā phal khā gayē , hamēśhā kē liē prālabdh kā phal khatm hō jātā hai .
101You made effort, a seed was sown and a tree grew, and you even received the fruit. 102However, BapDada refers to this as eating the fruit raw. 103The reward of eternal fruit finishes.
88Tō alpkāl K|kē śhān , mān , nām kē liē copy nahī̃ karō .
104So do not copy others for temporary name, fame or honour.
89Yahā̃ nām nahī̃ hai lēkin bāp K|kē dil mē̃ number āgē nām hai .
105You may not earn a name here, but in Baba's heart, your name is ahead.
90Isliē diamond bannā hai tō yah sab checking karō .
106Therefore, if you wish to become a diamond, then check yourself in all these aspects.
91Zarā bhī royal rūp kā dāg diamond mē̃ chhipā huā tō nahī̃ hai ?
107Check that there isn't any type of flaw, even in a royal way, hidden in the diamond.
92Tō satyatā key|kī śhakti sē divyatā kō dhāraṇ karō .
108So with the power of truth, imbibe divinity.
93Kuchh bhī sahan karnā paṛē , ghabrāō nahī̃ .
109No matter what you have to tolerate, do not be afraid.
94Satya samay pramāṇ svayã siddha hōgā .
110The truth will automatically be revealed according to the time.
95Kahtē bhī hō nā ki satya key|kī nāv ḍōltī hai lēkin ḍūbtī nahī̃ , tō kinārā tō lē lē̃gē nā .
111You say: The boat of truth may rock, but it will not sink. 112In that case, it will take you to the shore; therefore, be fearless!
96Nirbhay banō . 97Agar kahā̃ bhī sāmnā karnā paṛtā hai tō brahmā bāp K|kē jīvan kō āgē rakhō .
113If you have to face anything, then keep Brahma Baba's life in front of you.
98Brahmā bāp kē āgē duniyā key|kī paristhitiyā̃ tō thī lēkin variety bachchō̃ key|kī bhī paristhitiyā̃ rahī̃ lēkin saṅgaṭhan mē̃ hōtē , jimmēvārī hōtē satyatā key|kī śhakti sē vijayī hō gayē .
114There were many situations of the world in front of Brahma Baba, and there were a variety of situations concerning the children. 115However, whilst remaining within the gathering and having responsibilities, with the power of truth, he was victorious.
99Bachchō̃ key|kī khiṭkhiṭ brahmā bāp nē nahī̃ dēkhī kyā ?
116Did Brahma Baba not see the complications of the children?
100Brahmā bāp kē āgē bhī variety saṅskār vālī ātmāyē̃ rahī , lēkin itnī sab paristhitiyā̃ hōtē huē satyatā key|kī sva-sthiti nē sampūrṇ banā diyā .
117Souls with various sanskars also came in front of Brahma Baba. 118However, even whilst having to tolerate all those situations, the original stage of his power of truth made him perfect.
101Tō āp sabkō kyā bannā hai ?
119So what do all of you wish to become?
102Chaturāī tō nahī̃ hai nā !
120This is not cleverness, is it?
103Bahut achchhā bōltē haĩ - mainnē kuchh nahī̃ kiyā thōṛā chaturāī sē tō chalnā hī paṛtā hai .
121You speak very well, when you say: I didn't do anything. 122Of course, you have to be a little clever also.
104Lēkin kab tak ?
123But for how long?
105Tō sahanśhakti dhāraṇ kar asatya kā sāmnā karō .
124So now, imbibe the power to tolerate and face falsehood.
106Prabhāv mē̃ nahī̃ ā jāō .
125Do not become influenced.
107Kaī samajhtē haĩ ki hamnē mahārathiyō̃ mē̃ bhī aisē dēkhā nā tō follow tō mahārathiyō̃ kō karnā hai nā , abhī brahmā bābā tō sāmnē haĩ nahī̃ , mahārathī haĩ uskō follow kiyā .
126Some think that they saw something in the maharathis and that it is the maharathis who they have to follow; that Brahma Baba is not in front of them at the present time, that there are just the maharathis and so they followed them.
108Lēkin agar mahārathī bhī mix kartā hai , chaturāī sē chaltā hai tō us samay mahārathī , mahārathī nahī̃ hai .
127However, even if the maharathis have mixed activity, if they too are moving along with cleverness, then at that time, the maharathis are not maharathis.
109Us samay grahachārī mē̃ hai na ki mahārathī hai .
128At that time, they are under bad omens; they are not maharathis.
110Isīliē bāp nē kyā slōgan diyā-phôlō father yā sister brother ?
129Therefore, what slogan was it that the Father gave? 130Follow the Father or follow the sister or brother?
111Tō sākār karma mē̃ brahmā bāp kō āgē rakhō , follow karō aur aśharīrī bannē mē̃ nirākār bāp kō follow karō .
131So, in performing practical deeds, keep Brahma Baba in front of you, follow him; and in becoming bodiless, follow the incorporeal Father.
112Chāhē achchhē-achchhē bachchē bhī haĩ lēkin vah bhī follow father kartē haĩ .
132Even when there are very good children, they are following the father. 133So what do you have to do?
113Tō āpkō kyā karnā hai ?
134Follow the father. 135Are you sure?
114Follow father . 115Pakkā yā thōṛā-thōṛā advantage miltā hai tō lē lō bhaviṣhya mē̃ dēkhā jāyēgā ?
136Or, do you feel that, because you are getting a little advantage, you should take that and think that you will see about the future when it comes?
116Kaī aisē bhī sōchtē haĩ ki satyug mē̃ chāhē cum|kam pad pāyēṅgē lēkin sukhī tō hōṅgē hī .
137Some think: Even if we claim a low status in satyug, at least we will be happy, because there won't be any sorrow there.
117Duḥkh tō hōgā hī nahī̃ .
138At least we will have all attainments.
118Sab prāptiyā̃ tō hōṅgī . 119Chāhē prajā key|kī bhī prajā hōgī tō bhī aprāpti tō hōgī nahī̃ , tō abhī tō mazā lē lē̃ , pīchhē dēkhā jāyēgā .
139Even if we become the subjects of the subjects, we will not lack any attainments, and so let us take that pleasure now, and we will see about the future later on.
120Lēkin yah alpkāl kā mazā , sazā K|kē bhāgī banā dēgā .
140However, this temporary pleasure will make you experience punishment.
121Tō vah mañjūr hai , sajā khāyēṅgē thōṛī !
141So, do you accept that? 142Will you accept punishment?
122Vah bhī mazā lē lō ?
143Will you also take that pleasure?
123Nahī̃ !
144No.
124Tō tīnō̃ bātē̃ yād rakhō-pavitratā , satyatā aur divyatā .
145So remember all three things. 146Purity, truth and divinity.
125Aisē sādhāraṇ bōl nahī̃ , sādhāraṇ saṅkalp nahī̃ , sādhāraṇ karma nahī̃ , divyatā .
147Let there not be ordinary words, ordinary thoughts or ordinary deeds, but let there be divinity.
126Divyatā kā arth|earth hī hai divya guṇ dvārā karma karnā , saṅkalp karnā , vahī divyatā hai .
148Divinity means to perform deeds and create thoughts with divine virtues. 149This is divinity.
127Jaisē lōg pūchhtē haĩ nā ki pāp karma kyā hōtā hai ?
150When people ask: "What are sinful actions?", what do you tell them?
128Tō āp kahtē hō ki kōī bhī vikār K|kē vaśh karma karnā yah pāp hai .
151To perform any deed under the influence of vice is a sin.
129Aisē samjhātē hō nā !
152This is what you understand, is it not?
130Tō divyatā arthāt divya guṇ K|kē ādhār par man-vachan aur karma karnā .
153So divinity means to have thoughts, words and deeds on the basis of divinity.
131Tō satyatā kā mahatva jānā ! 132 ( drill )
154So do you understand the importance of truth?
133Ēk second mē̃ apnē kō aśharīrī banā saktē hō ?
155(Baba conducted drill.) 156Can you make yourself bodiless in one second?
134Kyō̃ ?
157Why?
135Saṅkalp kiyā maĩ aśharīrī ātmā hū̃ , tō kitnā time lagā ?
158How long does it take to have the thought: "I am a bodiless soul"?
136Second lagā nā !
159It took one second, did it not?
137Tō second mē̃ aśharīrī , nyārē aur bāp K|kē pyārē - yē drill sārē din mē̃ bīch-bīch mē̃ kartē rahō .
160So, every now and again throughout the day, continue to perform the drill: I am detached, bodiless and loved by the Father.
138Karnē tō ātī hai nā ?
161You know how to do this, do you not?
139Tō abhī sab ēk second mē̃ sab bhūlkar ēkdam aśharīrī ban jāō .
162So now, in one second, forget everything and become completely bodiless.
140 ( bāpdādā nē 5 minute drill karāī ) achchhā .
163(BapDada conducted drill for five minutes.) 164Achcha.
141Chārō̃ ōr K|kē sarv pavitratā K|kē foundation kō sadā majbūt rakhnē vālē , sadā satyatā key|kī śhakti sē viśhva mē̃ bhī satyug arthāt satyatā key|kī śhakti K|kē vibration phailānē vālē sadā her|har samay man-vāṇī-karm tīnō̃ mē̃ divyatā dhāraṇ karnē vālē , sadā follow father karnē K|kē natural abhyās vālī ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .
165To all the souls in all directions who keep the foundation of purity strong; to those who are constantly bringing satyug, that is, who are spreading the vibrations of the power of truth throughout the world with their own power of truth; to those who constantly imbibe divinity in their thoughts, words and deeds; to the souls who have the natural practice of following the father; to such souls, BapDada's love, remembrance and namaste.
142Is drill kō din mē̃ jitnā bār jyādā kar sakō utnā kartē rahnā .
166Continue to perform this drill throughout the day as many times as you can.
143Chāhē ēk minute karō . 144Tīn minute , dō minute kā time na bhī hō ēk minute , ādhā minute yah abhyās karnē sē last samay aśharīrī bannē mē̃ bahut madad milēgī .
167Even if you do it for just one minute, even if you do not have two or three minutes. by even carrying out this practice for one or half a minute, you will receive a lot of help in becoming bodiless in the final moments.
145Ban saktē haĩ ?
168Are you able to become this?
146Abhī sabhī aśharīrī huē yā yuddha mē̃ , mēhnat kartē-kartē time pūrā hō gayā ?
169Did all of you become bodiless just now, or did you spend your time in battling? 170Did you become this? 171Or did the time finish whilst you were still battling?
147Second mē̃ ban saktē hō !
172Are you able to become this in one second?
148Bahut kām hai phir bhī ban saktē hō ?
173Are you able to become this even when you have a lot of work to do?
149Muśhkil nahī̃ hai ?
174Is it not difficult? 175Is it difficult?
150U|you . N . mē̃ bahut bhāg dauṛ kar rahī hō aur aśharīrī bannē key|kī kōśhiśh karō , hōgā ?
176You may be running around a lot in the U.N., and when you try to become bodiless at that time, are you able to become that?
151Agar yah abhyās samay prati samay karē̃gē tō aisē hī natural hō jāyēgā jaisē śharīr bhān mē̃ ānā , mēhnat kartē hō kyā ?
177If you practice this from time to time, then at that time, it will become natural. 178When you have the awareness of the body, do you have to make effort for that at that time?
152Maĩ phalānī hū̃ , yah mēhnat kartē hō ?
179Do you make the effort to think: I am Soandso?
153Natural hai .
180It is natural.
154Tō yah bhī natural hō jāyēgā .
181So this will also become natural.
155Jab chāhō aśharīrī banō , jab chāhō śharīr mē̃ āō .
182Become bodiless when you want and come into the body when you want.
156Achchhā kām hai āō is śharīr kā ādhār lō|low lēkin ādhār lēnē vālī maĩ ātmā hū̃ , vah nahī̃ bhūlē .
183When you have to do something, take the support of the body, but do not forget that it is the soul that is taking the support of the body.
157Karnē vālī nahī̃ hū̃ , karānē vālī hū̃ . 158Jaisē dūsrō̃ sē kām karātē hō nā .
184You are not the one that does, but the one that gets it done, just like you get something done through others.
159Us samay apnē kō alag samajhtē hō nā !
185At that time, you consider yourself to be separate.
160Vaisē śharīr sē kām karātē huē bhī karānē vālī maĩ alag hū̃ , yah practice karō tō kabhī bhī body conscious key|kī bātō̃ mē̃ nīchē ūpar nahī̃ hōṅgē .
186In the same way, whilst getting something done through the body, you, the soul that gets is done, are separate. 187Practice this and you will never fluctuate in anything of body consciousness.
161Samjhā .
188Do you understand?
162Double vidēśhī āgē jānē chāhtē hō nā !
189Double foreigners wish to go ahead, do they not?
163Haĩ bhī achchhē , attention achchhā hai .
190You are good and you pay attention well.
164Sēvā mē̃ bhī umaṅg-utsāh achchhā hai . 165Aur baṛhtā rahēgā .
191You have good zeal and enthusiasm for service and it will continue to increase.
166Double vidēśhiyō̃ sē pūchh rahē haĩ ki sabhī nē is varṣh jō sēvā key|kī , jō project milā , usmē̃ santuṣhṭ rahē ?
192The double foreigners are asked: Are all of you content with the service you carried out this year and the project that you have now received?
167Sabhī nē programme kiyā nā ?
193Did you remain content with your service?
168Tō santuṣhṭ haĩ ? 169Hā̃ yā nā ?
194All of you attended this programme, did you not?
170Kuchh bhī sēvā karō chāhē jijñāsū course vālē āvē yā nahī̃ āvē lēkin svayã , svayã sē santuṣhṭ rahō .
195So, are you content? 196Whatever service you do, even if you don't get any students to do the course, remain content with your own self.
171Niśhchay rakhō ki agar maĩ santuṣhṭ hū̃ tō āj nahī̃ tō kal yah message kām karēgā , karnā hī hai .
197Have the faith that if you are content, then if not today, then tomorrow, this message will work; it has to work.
172Ismē̃ thōṛā sā udās nahī̃ banō .
198Do not become even a little discontent.
173Kharchā tō kiyā … programme bhī kiyā … lēkin āyā kōī nahī̃ .
199"We spent this much, we even had a programme, but no one came."
174Student nahī̃ baṛhē , kōī harjā nahī̃ āpnē tō kiyā nā .
200Even if the number of students didn't increase, it doesn't matter.
175Āpkē hisāb-kitāb mē̃ jamā hō gayā aur unhō̃ kō bhī sandēśh mil gayā .
201At least, you did what you could. 202It was accumulated in your account, and they even received the message.
176Tō time par sabhī kō ānā hī hai , isliē kartē jāō . 177Kharchā bahut huā , uskō nahī̃ sōchō .
203Everyone has to come at the right time. 204Therefore, continue to do whatever you can without thinking about the expense.
178Agar svayã santuṣhṭ hō tō kharchā saphal huā .
205If you yourself are content, then the expense has been worthwhile.
179Ghabrāō nahī̃ , patā nahī̃ kyā huā !
206Do not be afraid, thinking: I don't know what happened.
180Kaī bachchē aisē kahtē haĩ mērā yōg ṭhīk nahī̃ thā , tabhī yah huā .
207Many children say: My yoga was not accurate and this is why it happened like this.
181Kissē yōg thā ?
208Whom did you have yoga with?
182Aur kōī hai kyā jissē yōg thā ?
209Is there anyone else with whom you had yoga?
183Yōg hai aur sadā rahēgā .
210You have yoga and you will always have yoga.
184Bākī kōī season kā phal hai , kōī her|har samay kā phal hai .
211However, some are the fruit of the season whereas others are the fruit of all time.
185Tō agar āyā nahī̃ tō season kā phal hai , season āyēgī .
212If no one came, they are the fruit of the season and so they will come in their own season.
186Dilśhikasta nahī̃ banō .
213But do not become disheartened.
187Kyōṅki śhrīmat kō tō mānā nā .
214At least you obeyed shrimat. 215You did everything according to shrimat.
188Śhrīmat pramāṇ kārya kiyā .
216This is why even to accept shrimat is one type of success.
189Isīliē śhrīmat kō mānnā yah bhī ēk saphaltā hai .
217Continue to move forward in this whilst doing everything you can.
190Baṛhtē jāō , kartē jāō . 191Aur hī paśhchātāp karkē āpkē pāṅw paṛē̃gē ki āpnē kahā hamnē nahī̃ mānā .
218In fact, those people will later bow down to your feet and repent that you told them and they didn't listen to you.
192Yahā̃ hī āp dēviyā̃ banē̃gī .
219You will become goddesses here.
193Āpkē pāṅw par paṛē̃gē , tabhī tō bhakti mē̃ bhī pāṅw paṛē̃gē nā .
220They will fall at your feet. 221Only then will they fall at your feet in bhakti.
194Tō vah time bhī ānā hai jō sab āpkē pāṅw paṛē̃gē ki āpnē kitnā achchhā hamārā kalyāṇ kiyā .
222The time will also come when everyone falls at your feet and says:You brought so much benefit to all of us.
195Abhī tō I|āī|eye . pī|P . bhī achchhē-achchhē lātē hī hō .
223At present, you bring good IP souls here.
196Bāpdādā kē pās tō result ātī hī hai tō achchhē-achchhē V|we . I|āī|eye . pī|P . , I|āī|eye . pī|P . bhī lāyē , vah bhī saphaltā huī .
224BapDada receives the result. 225You brought good VIPs and IPs, and so there was that success.
197Āgē bachchō̃ kā programme bhī kiyā nā .
226Earlier, you had the children's programmes.
198Bachchō̃ mē̃ kitnē bachchē foreign K|kē thē ?
227How many of the children were from abroad? 228(100).
199 ( 100 ) ēk sau foreign K|kē thē aur abhī phir mahilāō̃ kā kar rahē hō .
229There were a hundred children from abroad, and now you are doing this programme for women.
200Vah bhī taiyārī kar rahē hō .
230You are making preparations for that.
201Tō āgē baṛh rahē hō nā ?
231So you are moving forward, are you not?
202Pahlē jab kahtē thē I|āī|eye . pī|P . lāō tō kahtē thē foreign sē bahut muśhkil hai , bahut muśhkil hai , yah jayanti bōltī thī .
232Earlier, when you were told to bring IPs you used to say that it was very difficult to bring them from the foreign countries. 233Jayanti used to say: "It is very difficult, it is very difficult."
203Abhī kyā bōltī hai ?
234What do you say now?
204Sahaj .
235"Easy!"
205Aur yah diamond jubilee hai nā tō dēkhō bhārat mē̃ bhī jō programme huē haĩ vah bhī majority sabhī jagah bahut saphal huā hai .
236And, because this is the year of the Diamond Jubilee, all the programmes that have taken place in Bharat have all been very successful.
206Kyōṅki yah jō vidhi rakhī hai nā ki sabhī diamond jubilee K|kē kāraṇ dīpak jagānē āvē̃ , tō vah samajhtē haĩ hamkō kōī position milā .
237This was because the method you have for the Diamond Jubilee is that everyone should come to light a candle, so they think that they have been given some position.
207Vaisē kahē̃gē āō sunnē tō nahī̃ ātē .
238Otherwise, if you tell them to come and listen to you, they would not come.
208Tō diamond jubilee key|kī vidhi K|kē kāraṇ abhī I|āī|eye . pī|P . connection mē̃ achchhē āyē haĩ aur ātē rahē̃gē .
239Because of the Diamond Jubilee, many IP souls have come into contact, and they will continue to come into contact.
209Kyōṅki agyānī haĩ nā tō sirph sunnē jānā hai , tō dēh abhimān ātā hai .
240Because they do not have knowledge, when they think that they are just coming to listen to you, they become body conscious.
210Aur kuchh karnā hai tō samajhtē haĩ kuchh position hai .
241If they have to do something else, they think they have been given some position.
211Tō jiskō jō chāhiē vah dē diyā , āpkā kām hō gayā , abhī dīpak jagānē mē̃ vaisē sōchō tō kyā hai ?
242If you give them whatever they want, then your task is carried out. 243What happens when you light a candle? 244If you think about it, what is it?
212Lēkin vah khuśh hō jātē haĩ .
245However, they become happy with that.
213Samajhtē haĩ hamārā regard rakhā .
246They think that you have given them regard.
214Tō dēśh vidēśh mē̃ diamond jubilee key|kī jō sēvā kar rahē hō vah saphal hai aur rahēgī . 215Achchhā .
247So the service that is taking place for the Diamond Jubilee here and abroad is very good and will continue to be good.
216Mahilāyē̃ kitnī ā rahī haĩ ?
248How many women are going to come?
217 ( 180 ) unkē nimitt kaun-kaun haĩ ? 218Sēvā achchhī lagtī hai nā ?
249(180) Those who are responsible for this programme, raise your hands!
219Thaktē tō nahī̃ ? 220Teachers hāth uṭhāō .
250Who are the instruments for serving the women?
221Teachers thaktī hō ?
251And the Pandavs? 252(None).
222Jō thōṛā-thōṛā kabhī thaktā hō ? 223Vah tō hāth uṭhāyēṅgē nahī̃ .
253Are the Pandavs not even allowed to do this service?
224Jō kabhī thaktā nahī̃ teachers mē̃ vah hāth uṭhāō .
254It is good. 255Sometimes, the Shaktis have to become courageous.
225Pāṇḍav hāth uṭhā rahē haĩ , bahanō̃ nē nahī̃ uṭhāyā tō pāṇḍav pās|pass hō gayē .
256You enjoy doing this service, do you not? 257You do not get tired, do you?
226Mubārak . 227Thakō nahī̃ .
258Do you get tired?
228Jis samay thakāvaṭ feel hō nā tō kahā̃ bhī jākar dance śhurū kar dō .
259Teachers, raise your hands! 260Do the teachers get tired?
229Chāhē bathroom mē̃ . 230Kyā hai issē mood|mūḍ change hō jāyēgī .
261And, those who become a little tired?
231Chāhē man key|kī khuśhī mē̃ nāchō , agar vah nahī̃ kar saktē hō tō sthūl mē̃ gīt bajāō aur nāchō .
262They will not raise their hands. 263Those teachers who never get tired, raise your hands!
232Foreign mē̃ dance tō sabkō ātā hai . 233Dance karnē mē̃ tō hōśhiyār haĩ .
264The Pandavs are raising their hands, the sisters are not, and so the Pandavs have passed.
234Phariśhtā dance tō ātā hai .
265Congratulations. 266Do not get tired!
235Achchhā . 236 ( śīl dādī aur rāmī bahan bāpdādā K|kē sammukh I|āī|eye tathā galē milī )
267Whenever you begin to feel tired, go somewhere and start to dance, even if it is in the bathroom.
237Apnē ghar madhuban mē̃ pahuñch gaī nā .
268What will happen is that your mood will change.
238Khuśh hai nā ? 239Khuśh rahtī hō aur sadā khuśh rahō . 240Bahut achchhā himmat sē hisāb-kitāb kō chuktū kiyā .
269You can either sing with happiness in your mind, or if not that, then, physically sing and dance. 270Abroad, everyone knows how to dance.
241Himmat achchhī hai .
271You are clever in dancing.
242Diamond jubilee manānē āī hō nā .
272You know the angelic dance, do you not?
243 ( rāmī sē ) ṭhīk hai ?
273Achcha, what do you have to do now?
244 ( madhuban K|kē praphulla bhāī nē accident mē̃ śharīr chhōṛā hai ) bachchā achchhā thā aur sēvā K|kē umaṅg-utsāh mē̃ bhī rahā lēkin hisāb-kitāb kā time bantā hai tō kōī na kōī kāraṇ sē ban hī jātā hai .
274All of you have performed the dance, have you not? 275To the Dadis:Today, there are few Dadis and so you have a chance. 276(Sheel Dadi and Rami Dadi from Bombay came in front of Baba.) 277You have reached your home, have you not?
245Bākī bachchā svayã ṭhīk thā .
278Have you reached your home, Madhuban?
246 ( bābā jab bachchō̃ kō madad kartā hai tō us time kyō̃ nahī̃ key|kī ?
279Are you happy? 280You remain happy and will constantly remain happy in the future also.
247) unkā hisāb usī driver sē usī sthān sē hōtā hai .
281You have settled your accounts with a lot of courage.
248Bhāvī kō nahī̃ ṭāl saktē .
282You have very good courage. 283Achcha.
249 ( ḍākṭarō̃ nē bachānē K|kē bahut prayās kiyē ) sabhī kā pyār bhī thā . 250Mr̥ityu key|kī date ṭal nahī̃ saktī . 251Bhagvān bhī badal nahī̃ saktā .
284Maintain a lot of happiness. 285You have come to celebrate the Diamond Jubilee, have you not? (speaking to Rami Dadi) Are you all right?
252Gyān sarōvar mē̃ SpARC meeting ( research ) kē liē āyē huē bhāī bahinō̃ sē 253Sabhī research karnē kē liē ikaṭṭhē huē haĩ . 254Achchhā hai jitnā antarmukhtā K|kē kamrē mē̃ baiṭh research karē̃gē utnā achchhē sē achchhī touching hōṅgī .
286(Brother Praful left his body on the 22nd after being involved in a motor scooter accident): He was a good child and had a lot of zeal and enthusiasm for service, but when the time for settling accounts comes, something or another becomes a reason. 287However, the child himself was all right.
255Aur isī touching sē anēk ātmāō̃ kō lābh milēgā . 256Tō achchhā hai .
288(Many asked: Baba helps the children, so why did Baba not help at that time?)
257Kartē rahō lēkin prayōg aur yōg dōnō̃ kā balance rakhtē āgē baṛhtē chalō .
289He had an account to settle with that driver at that time in that place.
258Bākī achchhā hai .
290Destiny cannot be prevented.
259Jitnā manan karō utnā hī makkhan nikaltā hai .
291(Doctors tried very hard to save him.) 292He was loved by everyone.
260Tō kōī na kōī achchhā mākhan nikālē̃gē jō sabmē̃ śhakti bharē . 261Achchhā .
293The date of death cannot be prevented. 294Even God cannot change that. 295* * * O MS H A N T I * * *