रविवार 23 फ़रवरी 1997 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 123-02-97 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 23-02-1997 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Sāthī kō sāth rakh sākṣhī aur khuśhnumaḥ K|kē taḵẖtanaśīn banō
1Keep your Companion with you, be seated on the throne of a detached observer and remain happy.
3Āj viśhva kalyāṇkārī bāp viśhva K|kē chārō̃ taraph K|kē bachchō̃ kō dēkh harṣhit hō rahē haĩ . 4Sabhī bachchō̃ K|kē snēh aur sahyōg key|kī rēkhāyē̃ bachchō̃ K|kē chēhrē sē dikhāī dē rahī haĩ .
2Today, Baba, the World Benefactor, is happy to see the children from all over the world. 3Lines of love and cooperation are visible on the faces of all the children. 4BapDada is hearing the song, “My Baba”, emerging from the heart of each one.
5Har ēk K|kē dil sē ' ' mērā bābā ` ` , yah gīt bāpdādā sun rahē haĩ .
5In response, BapDada says: “Oh My extremely dear, extremely dear and beloved children!”.
6Bāpdādā bhī respond mē̃ kahtē haĩ ' ' ō mērē ati priya , ati snēhī lāḍlē bachchē ` ` .
6Each child is very dear and very much loved. 7Why? 8You are the few out of multimillions and the handful out of the few.
7Har ēk bachchā priya bhī hai , lāḍlē bhī haĩ , kyō̃ ?
9Therefore, what does that make you? 10That makes you beloved, does it not?
8Kōṭō̃ mē̃ kōī aur kōī mē̃ bhī kōī hō .
11BapDada is happy to see the beloved children.
9Tō lāḍlē huē nā ! 10Tō bāpdādā bhī lāḍlē bachchō̃ kō dēkh khuśh hōtē haĩ .
12He constantly sees the children dancing in happiness and wishes to see them dancing constantly (sada).
11Bachchō̃ kō bhī sadā khuśhī mē̃ dance kartē huē dēkhtē haĩ aur sadā dēkhnē chāhtē haĩ .
13You do remain happy, but Baba wishes to see you in this state constantly.
12Khuśhī mē̃ rahtē tō haĩ lēkin bāp sadā chāhtē haĩ .
14Do you constantly remain happy? 15Or does your happiness fluctuate?
13Sadā khuśh rahtē hō yā khuśhī mē̃ phark paṛtā hai ? 14Kabhī bahut khuśhī , kabhī thōṛī cum|kam aur kabhī bahut cum|kam !
16Is it that sometimes there is a lot of happiness, sometimes a little less and sometimes very little?
15Bāp nē pahlē bhī sunāyā hai ki vartamān samay āp bachchō̃ key|kī viśhva kō is sēvā key|kī āvaśhyaktā hai jō chēhrē sē , nayanō̃ sē , dō śhabda sē her|har ātmā K|kē duḥkh kō dūr kar khuśhī dē dō .
17BapDada has told you earlier also that, at present, you children need to serve the world in such a way that through your face, through your eyes and through a few words, you are able to remove the sorrow of every soul and give them happiness.
16Āpkō dēkhtē hī khuśh hō jāē̃ .
18As soon as they see you, they should become happy.
17Isliē khuśhnumā chēhrā yā khuśhnumā mūrt sadā rahē kyōṅki man key|kī khuśhī sūrat sē spaṣhṭ dikhāī dētī hai .
19This is why you should constantly have a happy face and be an image of happiness, because the happiness in the mind is clearly revealed on the face.
18Kitnā bhī kōī bhaṭaktā huā , parēśhān , duḥkh key|kī lahar mē̃ āyē , khuśhī mē̃ rahnā asambhav bhī samajhtē hō̃ lēkin āpkē sāmnē ātē hī āpkī mūrt , āpkī vr̥itti , āpkī dr̥iṣhṭi ātmā kō parivartan kar lē .
20Even if a wandering, distressed soul who is experiencing sorrow comes in front of you, even if he considers it impossible to remain happy, as soon as he comes in front of you, your image, your attitude and your vision should transform that soul.
19Āj man key|kī khuśhī kē liē kitnā kharchā kartē haĩ , kitnē manōrañjan K|kē nayē-nayē sādhan banātē haĩ .
21Today, people spend so much money for happiness of mind and so many new facilities are created for their entertainment.
20Vah haĩ alpkāl K|kē sādhan aur āpkī hai sadākāl key|kī sachchī sādhnā .
22Theirs are temporary facilities (sadhan), whereas you are making true spiritual endeavour (sadhana) for all time.
21Tō sādhnā un ātmāō̃ kō parivartan kar lē .
23So, your spiritual endeavour should transform those souls.
22Hāy-hāy lē āvē̃ aur vāh-vāh lēkar jāyē . 23Vāh kamāl hai - paramātma ātmāō̃ key|kī !
24They may bring distress (hai! hai!) when they come to you, but they should be singing praise (wah! wah!) when they leave.
24Tō yah sēvā karō . 25Samay prati samay jitnā alpkāl K|kē sādhanō̃ sē parēśhān hōtē jāyēṅgē , aisē samay par āpkī khuśhī unhō̃ kō sahārā ban jāyēgī kyōṅki āp haĩ hī khuśhnasīb .
25“Wah, it is the wonder of the souls belonging to God!” 26From time to time, as souls become distressed in spite of the temporary facilities, at such times, your happiness will become their support because you are the ones who have the fortune of happiness.
26Khuśhnasīb haĩ yā nahī̃ ?
27Do you have the fortune of happiness or not?
27Adhūrē tō nahī̃ ? 28Haĩ hī khuśhnasīb .
28You are not incomplete in this, are you?
29Āp jaisā khuśhnasīb sārē kalp mē̃ kōī ātmāyē̃ nahī̃ .
29You are those who have the fortune of happiness (khushnaseeb).
30Itnā naśhā chēhrē aur chalan sē anubhav karāō . 31Karā saktē hō yā karātē bhī hō ?
30No other souls throughout the entire kalpa have the fortune of happiness that you have.
32Brāhmaṇ jīvan mē̃ agar khuśhī nahī̃ tō brāhmaṇ bankar kyā kiyā !
31Is there anyone else? 32Give others the experience of such great intoxication through your face and behaviour.
33Brāhmaṇ jīvan arthāt khuśhī key|kī jīvan .
33Are you able to do this? 34Or, are you already doing this?
34Kabhī-kabhī bāpdādā dēkhtē haĩ , kōī-kōī K|kē chēhrē jō hōtē haĩ nā vah thōṛā sā … kyā hōtā hai ?
35If you do not experience happiness in Brahmin life, what have you achieved by becoming a Brahmin? 36Brahmin life means a life of happiness.
35Achchhī tarah sē jāntē haĩ , tabhī hanstē haĩ .
37Sometimes, BapDada sees that the face of some children is slightly..... 38What happens then?
36Tō bāpdādā kō aisā chēhrā dēkh rahm bhī ātā aur thōṛā sā āśhcharya bhī lagtā .
39All of you are laughing, but you all know very well what happens. 40Seeing such faces, BapDada feels mercy and is also a little amazed.
37Mērē bachchē aur udās !
41My children and yet they are unhappy!
38Hō saktā hai kyā ?
42Is this possible?
39Nahī̃ nā !
43It is not.
40Udās arthāt māyā K|kē dās .
44To be unhappy means to be a servant of Maya.
41Lēkin āp tō master māyāpati hō .
45However, you are the master conquerors of Maya.
42Māyā āpkē āgē kyā hai ?
46What is Maya compared to you?
43Chīṇṭī bhī nahī̃ hai , marī huī chīṇṭī .
47It is not even an ant; it is a dead ant.
44Dūr sē lagtā hai jindā hai lēkin hōtī marī huī hai .
48From a distance, it seems to be alive, but in fact, it is dead.
45Sirph dūr sē parakhnē key|kī śhakti chāhiē .
49You simply need to have the power to discriminate from a distance.
46Jaisē bāp key|kī knowledge vistār sē jāntē hō nā , aisē māyā K|kē bhī bahurūpī rūp key|kī pahchān , knowledge achchhī tarah sē dhāraṇ kar lō .
50Just as you have the knowledge of the Father in great detail, in the same way, imbibe the knowledge of the various forms of Maya and have recognition of her.
47Vah sirph ḍarātī hai , jaisē chhōṭē bachchē hōtē haĩ nā tō unkō mā̃ bāp nirbhay banānē kē liē ḍarātē haĩ .
51Maya creates fear in you just like parents create fear in their children in order to make them fearless.
48Kuchh karē̃gē nahī̃ , jānabūjhakar ḍarānē kē liē kartē haĩ .
52They do not do anything, but purposely create fear to make them fearless.
49Aisē māyā bhī apnā banānē kē liē bahurūp dhāraṇ kartī hai .
53In the same way, Maya also adopts various forms to make you belong to her.
50Jab bahurūp dhāraṇ kartī hai tō āp bhī bahurūpī ban uskō parakh lō .
54When Maya adopts any of her various forms, you should also become those with various forms and recognise her.
51Parakh nahī̃ saktē haĩ nā , tō kyā khēl kartē hō ?
55What games do you play when you are not able to recognise her?
52Yuddha karnē śhurū kar dētē hō hāy , māyā ā gaī !
56You start battling, thinking, “Oh dear! 57Maya has come!”
53Aur yuddha karnē sē buddhi , man thak jātā hai .
58And when you battle, the mind and intellect become tired.
54Phir thakāvaṭ sē kyā kahtē hō ?
59Then, out of tiredness, what do you say?
55Māyā baṛī prabal hai , māyā baṛī tēj hai .
60“Maya is very powerful.” 61It is not Maya, but what is it?
56Kuchh bhī nahī̃ hai . 57Āpkī kamjōrī bhinn-bhinn māyā K|kē rūp ban jātī hai .
62It is nothing but your weakness becoming different forms of Maya.
58Tō bāpdādā sadā har ēk bachchē kō khuśhnasīb K|kē naśhē mē̃ , khuśhnumā chēhrē mē̃ aur khuśhī key|kī khurāk sē tandarūst aur sadā khuśhī K|kē khazānō̃ sē sampann dēkhnē chāhtē haĩ .
63BapDada constantly wishes to see every child having the intoxication of the fortune of happiness, of constantly having a happy face, and of remaining happy with the nourishment of happiness and complete with the treasures of happiness.
59Jīvan mē̃ chāhiē kyā ?
64What does one need in life?
60Khurāk aur khazānā .
65Nourishment and treasures.
61Aur kyā chāhiē ?
66What else does one need?
62Tō āpkē pās|pass khuśhī key|kī khurāk hai yā stock kabhī khatm hō jātā hai ?
67Therefore, do you have the nourishment of happiness or does the stock of treasures finish?
63Khuśhī kā khazānā akhuṭ hai . 64Akhuṭ hai nā ?
68Your treasures of happiness are limitless.
65Aur jitnā kharcō utnā baṛhē .
69They are limitless, are they not?
66Agar aur kōī bhī purūṣhārth nahī̃ karō sirph ēk lakṣhya rakhō - kuchh bhī hō jāē , chāhē apnē man K|kē sthiti dvārā , chāhē kōī anya ātmāō̃ dvārā , chāhē prakr̥iti dvārā , chāhē vāyumaṇḍal dvārā kuchh bhī hō jāē , mujhē khuśhī nahī̃ chhōṛnī hai .
70The more you spend, the more they increase. 71Even if you do not make any other effort, simply keep this aim: “No matter what happens, whether it is through the state of one’s own mind, through other souls, or through the elements or atmosphere, I must not let go of my happiness.”
67Yah tō sahaj purūṣhārth hai nā yā khuśhī khisak jātī hai ?
72This is easy effort, is it not? 73Or, does your happiness slip away?
68Sahaj hai yā kabhī-kabhī muśhkil hai ?
74Is it easy or is it sometimes difficult?
69Dr̥iṛh saṅkalp rakhō aur bātō̃ kō bhūl jāō .
75Maintain this determination and forget everything else.
70Ēk hī bāt pakkī rakhō - mujhē khuśh rahnā hai .
76Simply make the one aspect firm: “I have to remain happy.”
71Tō bātē̃ kyā lagē̃gī ?
77What will the different situations seem like then?
72Khēl .
78Just a game.
73Aur apnī khēl dēkhnē key|kī sākṣhīpan key|kī seat par sadā sthit rahō .
79Constantly remain seated on the seat of a detached observer when watching your own games.
74Chāhē kōī apmān karnē vālā hō , āpkō parēśhān kar nīchē utārnē vālē hō̃ , lēkin āp sākṣhīpan key|kī seat sē nīchē nahī̃ āō .
80Even if someone insults you or tries to distress you and bring you down from your selfrespect of a detached observer, you should not come down from your throne of a detached observer.
75Nīchē ā jātē hō tabhī khuśhī kam hō jātī hai .
81Your happiness reduces when you do come down.
76Bāpdādā nē pahlē bhī dō śhabda sunāyē haĩ - sāthī aur sākṣhī .
82BapDada has told you two words earlier also:Companion (Saathi) and detached observer (Saakshi).
77Jab bāpdādā sāth hai tō sākṣhīpan key|kī seat sadā majbūt rahtī hai .
83When BapDada is with you, then the stage of a detached observer is very strong.
78Kahtē sabhī hō bāpdādā sāth hai , bāpdādā sāth hai lēkin māyā kā prabhāv bhī paṛtā rahtā aur kahtē bhī rahtē hō bāpdādā sāth hai , bāpdādā sāth hai .
84All of you say that BapDada is with you, BapDada is with you! 85However, you have the influence of Maya over you and you also say that BapDada is with you.
79Sāth hai , lēkin sāth kō aisē samay par use nahī̃ kartē hō , kinārē kar dētē hō .
86BapDada is with you, but you do not use His companionship at the time of need; you put Him aside at that time.
80Jaisē kōī sāth mē̃ hōtā hai nā , kōī bahut aisā kām paṛ jātā hai yā kōī aisī bāt hōtī hai tō sāth kabhī khyāl nahī̃ hōtā , bātō̃ mē̃ paṛ jātē haĩ .
87When someone is with you, or when a task comes up, when a situation arises, you do not remember the Company you have, but become engrossed in the situation.
81Aisē sāth hai yah māntē bhī hō , anubhav bhī kartē hō .
88You believe that you have this Company and you also experience it.
82Kōī hai jō kahēgā sāth nahī̃ hai ?
89Would any of you say that you do not have this Company?
83Kōī nahī̃ kahtā .
90No one would say this.
84Sab kahtē haĩ mērē sāth hai , yah bhī nahī̃ kahtē ki tērē sāth hai .
91All of you say: “Baba is with me”. 92None of you say: “Baba is with you”.
85Har ēk kahtā hai mērē sāth hai .
93Each one says: “Baba is with me, Baba is my Companion.”
86Mērā sāthī hai .
94He is, is He not?
87Man sē kahtē hō yā mukh sē ?
95Do you say this in your mind or through your lips?
88Man sē kahtē hō ?
96Do you say this in your mind?
89Bāpdādā tō khēl dēkhtē haĩ , bāp sāth baiṭhē haĩ aur apnī paristhiti mē̃ , uskō sāmnā karnē mē̃ itnā mast hō jātē haĩ jō dēkhtē nahī̃ haĩ ki sāth mē̃ kaun haĩ .
97You are waving your hands and this means, “Ha ji”. 98BapDada continues to see the games. 99BapDada is sitting with you and yet you become so engrossed in your own situation, trying to face it, that you don’t even realise who is with you.
90Tō bāp bhī kyā kartē ?
100So what does Baba do then?
91Bāp bhī sāthī sē sākṣhī bankar khēl dēkhtē haĩ .
101From being the Companion, BapDada also becomes the Observer and observes your games.
92Aisē tō nahī̃ karō nā .
102Do not do this any more.
93Jab sāthī kahtē hō tō sāth tō nibhāō , kinārā kyō̃ kartē hō ?
103Since you call Him your Companion, fulfil the responsibility of a companion.
94Bāp kō achchhā nahī̃ lagtā .
104Why do you move away from Him?
95Bāp yahī śhubh āśhā rakhtē haĩ aur hai bhī ki ēk-ēk bachchā svarājya adhikārī sō viśhva adhikārī hai . 96Āp lōg prajā haĩ kyā ! 97Prajā tō nahī̃ bannā hai nā ?
105Baba does not like that. 106BapDada has the pure desire that each of you children becomes, and you truly are, a selfsovereign and thereby one who has a right to world sovereignty.
98Rājē , mahārājē , viśhva rājē hō nā !
107Are all of you part of the subjects?
99Prajā banānē vālē hō , prajā bannē vālē nahī̃ hō .
108You do not wish to become subjects, do you? 109You are kings, are you not?
100Rājā bannē vālē , prajā banānē vālē hō .
110You are the emperors, the world kings.
101Tō rājā kahā̃ baiṭhtā hai ? 102Takht par baiṭhtā hai nā !
111You are those who create subjects, not those who become the subjects.
103Jab practical mē̃ rājā K|kē naśhē mē̃ hōtā hai tō takht par baiṭhtā hai nā ! 104Tō sākṣhīpan kā takht chhōṛō nahī̃ .
112You are those who will become kings, are you not? 113You are those who will become kings and who will create subjects.
105Jō alag - alag purūṣhārth kartē hō usmē̃ thak jātē hō .
114So where does a king sit? 115He sits on a throne, does he not?
106Āj mansā kā kiyā , kal vāchā kā kiyā , sambandh-sampark kā kiyā tō thak jātē hō .
116When someone has the intoxication of being the king, he remains seated on the throne in a practical way.
107Ēk hī purūṣhārth karō ki sākṣhī aur khuśhnumaḥ takhtnaśhīn rahnā hai .
117So, do not get off the throne of a detached observer.
108Yah takht kabhī nahī̃ chhōṛnā hai .
118When you make single effort, you become tired.
109Kōī rājā aisē serious hōkar takht par baiṭhē , baiṭhā takht par hō lēkin bahut krōdhī hō , official hō tō achchhā lagēgā ?
119Today, you paid attention to thoughts; tomorrow, you will pay attention to words or to connections and relations etc.
110Kahē̃gē yah tō rājā nahī̃ hai .
120You become tired in this.
111Tō āp sadā takhtnaśhīn hai nā ! 112Vah rājē tō kabhī takht par baiṭhtē , kabhī nahī̃ baiṭhtē lēkin sākṣhīpan kā takht aisā hai jismē̃ her|har kārya kartē bhī takhtnaśhīn , utarnā nahī̃ paṛtā hai . 113Sōtē bhī takhtnaśhīn , uṭhatē-calatē , sambandh-sampark mē̃ ātē takhtnaśhīn .
121Simply make the one effort of not coming off the throne of a detached observer; remain happyhearted and seated on your throne. 122If a king is looking very serious whilst seated on his throne, if he is seated on the throne and yet looking very angry and official, would you like it?
114Takht par baiṭhnā ātā hai ki baiṭhnā nahī̃ ātā hai , khisak jātē hō ?
123You would say: That one is not a king. 124So, all of you are constantly seated on the throne, are you not?
115Sākṣhīpan K|kē takhtnaśhīn ātmā kabhī bhī kōī samasyā mē̃ parēśhān nahī̃ hō saktī . 116Samasyā takht kē nīchē rah jāyēgī aur āp ūpar takhtnaśhīn hōṅgē .
125Those kings sometimes sit on the throne and sometimes they do not, but your throne of a detached observer is such that you can be seated on the throne whilst performing any task.
117Samasyā āpkē liē sir nahī̃ uṭhā sakēgī , nīchē dabī rahēgī . 118Āpkō parēśhān nahī̃ karēgī aur kōī kō bhī dabā dō tō andar hī andar khatm hō jāyēgā nā .
126You do not have to get off the throne. 127You are seated on the throne whilst sleeping; you are seated on the throne whilst sitting or standing and whilst coming into contact or relationship with others.
119Tō bāpdādā kō aisē samay par āśhcharya lagtā hai , āp nahī̃ āśhcharya karnā .
128Do you know how to remain seated on the throne or not?
120Apnē par bhalē karnā , dūsrē par nahī̃ karnā .
129Do you slip off the throne?
121Tō āśhcharya lagtā hai ki yah mērē bachchē kyā kar rahē haĩ ! 122Takht sē utar rahē haĩ .
130A soul who is seated on the throne of an observer can never become distressed because of any problem.
123Jab takhtnaśhīn rahnē K|kē saṅskār ab sē hī ḍālē̃gē tab viśhva K|kē takht par bhī baiṭhē̃gē .
131The problems would remain under the throne and you would be seated on the throne.
124Yahā̃ sadākāl takhtnaśhīn nahī̃ hōṅgē tō vahā̃ bhī sadā arthāt jitnā samay full hai , utnā samay nahī̃ baiṭh sakē̃gē .
132The problems would not be able to raise their heads in front of you; they would remain suppressed underneath.
125Saṅskār sab abhī bharnē haĩ .
133They would not distress you.
126Phir vahī bharē huē saṅskār satyug mē̃ kārya karē̃gē .
134When you press hard on something, it finishes by itself.
127Royalty K|kē saṅskār abhī sē bharnē haĩ .
135At such a time, BapDada is amazed; you should not be amazed.
128Aisē nahī̃ sōchnā ki abhī kuchh samay tō paṛā hai , itnē mē̃ vināśh tō hōnā nahī̃ hai , yah nahī̃ sōchnā .
136You may be amazed at your own self, but do not be amazed about others. 137What are My children doing?
129Vināśh hōnā hai achānak .
138They are getting off the throne.
130Pūchhkar nahī̃ āyēgā ki hā̃ taiyār hō ! 131Sab achānak hōnā hai . 132Āp lōg bhī brāhmaṇ kaisē banē̃ ?
139You are seated on the throne now; only when you instil the sanskars of being seated on the throne now will you be able to sit on the world throne.
133Achānak hī sandēśh milā , pradarśhanī dēkhī , sampark-sambandha huā badal gayē . 134Kyā sōchā thā ki is tārīkh kō brāhmaṇ banē̃gē ?
140If you are not constantly seated on the throne here, then there also, you will not able to sit on the throne all the time, that is, for the full period.
135Achānak hō gayā nā ! 136Tō parivartan bhī achānak hōnā hai .
141You have to fill yourself with all these sanskars at this time.
137Āpkō pahlē māyā aur hī albēlā banāyēgī , sōchē̃gē hamnē tō dō hajār sōchā thā - vah bhī pūrā hō gayā , abhī tō thōṛā rest kar lō . 138Pahlē māyā apnā jādū phailāyēgī , albēlā banāyēgī . 139Kisī bhī bāt mē̃ , chāhē sēvā mē̃ , chāhē yōg mē̃ , chāhē dhārṇā mē̃ , chāhē sambandh-sampark mē̃ yah tō chaltā hī hai , yah tō hōtā hī hai … , aisē pahlē māyā albēlā banānē key|kī kōśhiśh karēgī . 140Phir achānak vināśh hōgā , phir nahī̃ kahnā ki bāpdādā nē sunāyā hī nahī̃ , aisā bhī hōnā hai kyā !
142Whatever sanskars you have filled yourself with will work in satyug.
141Isliē pahlē hī sunā dētē haĩ - albēlē kabhī bhī kisī bhī bāt mē̃ nahī̃ bannā . 142Chār hī subject mē̃ alert , abhī bhī kuchh hō jāē tō alert .
143You have to fill yourself with sanskars of royalty at this time. 144Do not think that there is still some time remaining, that destruction is not going to take place that quickly.
143Us samay nahī̃ kahnā bāpdādā abhī āō , abhī sāth nibhāō , abhī thōṛī śhakti dē dō , us samay nahī̃ dēgē .
145Do not think in this way because destruction will take place suddenly. 146It will not first ask you if you are ready.
144Abhī jitnī śhakti chāhiē , jaisī chāhiē utnī jamā kar lō .
147Everything will happen suddenly. 148How did all of you become Brahmins?
145Sabkō khulī chhuṭṭī hai , khulē bhaṇḍār haĩ , jitnī śhakti chāhiē , jō śhakti chāhiē lē lō .
149You suddenly got the message, you saw an exhibition, you came into contact and relationship and you transformed yourselves.
146Paper K|kē samay teacher vā principal madad nahī̃ kartā .
150Did you think that you would become Brahmins on a particular date? 151Did you think this?
147Double vidēśhī bachchō̃ kō dēkh bāp kō bhī double khuśhī hōtī hai .
152You became Brahmins suddenly. 153So transformation will also take place suddenly.
148Kyō̃ hōtī hai ? 149Kyōṅki double vidēśhiyō̃ kō svayã kō parivartan karnē mē̃ double mēhnat karnī paṛī .
154First of all, Maya makes you very careless. 155If you think about it, then even the year 2000 that you had thought of is almost here.
150Isīliē jab bāpdādā double vidēśhī bachchō̃ kō dēkhtē haĩ tō double khuśhī hōtī hai , vāh mērē double vidēśhī bachchē vāh ! 151Double vidēśhī hāth uṭhāō .
156You think: Let me just take a little rest! 157First, Maya will spread her magic and make you careless in some aspect, whether it is in service, yoga, dharna or relations and connections.
152 ( viśhva K|kē anēk dēśhō̃ K|kē karīb 1 hajār bhāī bahinē̃ sabhā mē̃ upasthit haĩ ) vāh bahut achchhā .
158You will think: This happens all the time; this will continue to happen. 159In this way, Maya will first try to make you careless.
153Double tālī bajāō .
160Then destruction will suddenly take place.
154Bāpdādā vidēśh key|kī sēvā K|kē samāchār suntē rahtē haĩ , dēkhtē bhī rahtē haĩ , result mē̃ sēvā kā umaṅg-utsāh bahut achchhā hai .
161Then, at that time, do not say that BapDada did not tell you that it would happen like this. 162This is why you are being warned in advance not to become careless in any aspect.
155Sirph kabhī-kabhī apnē ūpar sēvā kā thōṛā sā bōjh uṭhā lētē hō .
163You have to be alert in all subjects; even if something happens right now, remain alert.
156Bōjh nahī̃ uṭhāō . 157Bōjh bāp kō dē dō .
164At that time, do not call out: BapDada, come!
158Bāp kē liē vah bōjh kuchh bhī nahī̃ hai lēkin āp sēvā kā bōjh uṭhā lētē hō tō thak jātē hō .
165Come and fulfil Your responsibility, give me a little power. 166Baba will not give it at that time. 167Accumulate it at this time.
159Sēvā bahut achchhī kartē hō , sēvā K|kē samay nahī̃ thaktē hō . 160Us samay bahut achchhē chēhrō̃ kā phōṭō nikālnē vālā hōtā hai lēkin kōī-kōī ( sabhī nahī̃ ) sēvā kē bād thōṛā sā thakāvaṭ K|kē chēhrē mē̃ dikhāī dētē haĩ .
168Whichever power you need to any extent, all of you have full permission to take whatever you want; the treasurestore is open. 169However much power you want, whichever power you want, take that now. 170The teacher or the principal would not help you at the time of the exams.
161Bāp kahtē haĩ bōjh uṭhātē kyō̃ hō ?
171Seeing the double foreigners, Baba is doubly happy.
162Kyā bōjh uṭhānā achchhā lagtā hai yā ādat paṛī huī hai ? 163Bōjh nahī̃ uṭhāō .
172Why is this? 173Because double foreigners have to make double the effort to transform themselves.
164Bōjh tab lagtā hai jab bāp sāth nahī̃ hai . 165Mainnē kiyā , maĩ kartī hū̃ , maĩ kartā hū̃ tō bōjh hō jātā hai .
174This is why, when BapDada sees the double foreign children, He is doubly happy, “Wah, My doubleforeign children!”.
166Bāp sāth hai , bāp kā kārya hai , bāp karā rahā hai tō bōjh nahī̃ hōgā .
175Double foreigners, raise your hands! 176Wah, it is very good. 177You may clap twice.
167Halkē hō nāchtē rahē̃gē . 168Jaisē dance bahut achchhī kartē hō nā .
178BapDada continually hears and sees the news of service abroad.
169Double vidēśhiyō̃ key|kī dance dēkhō tō bahut achchhī hōtī hai .
179As a result, zeal and enthusiasm for service is very good.
170Apnē kō thakātē nahī̃ haĩ , phariśhtē māphik kartē hō .
180It is just that you sometimes take the burden of service upon yourselves.
171Indian jō karē̃gē vah pāṅw thakāyēṅgē , hāth bhī thakāyēṅgē .
181Do not carry this burden. 182Give the burden to the Father.
172Lēkin vidēśhī dance bhī light kartē hō , tō aisē sēvā bhī ēk dance samjhō , khēl samjhō .
183This burden is nothing for the Father, but by carrying the burden of service yourself, you become tired.
173Thakō nahī̃ . 174Bāpdādā kō vah phōṭō achchhā nahī̃ lagtā hai .
184You do very good service and do not become tired when doing the service.
175Sēvā kā umaṅg-utsāh achchhā hai aur yah bhī result bāp kē pās hai ki abhī thōṛī see|sī|C bāt mē̃ halchal mē̃ ānē key|kī percentage bahut cum|kam hai .
185At that time, your face is very good; it is worth taking a photograph of, but some of you not all of you after doing that service have a tired face.
176Majority ṭhīk haĩ , bākī thōṛī saṅkhyā kabhī-kabhī thōṛā sā halchal mē̃ dikhāī dētī hai .
186Baba asks: Why do you carry the burden? 187Is it that you like carrying the burden or is it that you have created that habit?
177Lēkin ādi key|kī result aur ab key|kī result mē̃ bahut achchhā antar hai .
188Do not carry the burden. 189You feel it to be a burden when the Father is not with you.
178Aisā dikhāī dētā hai nā ? 179Abhī nāzukapan chhōṛtē jā rahē haĩ .
190When you think, “I did this, I am doing this, I am doing this”, then that becomes a burden.
180Bāpdādā kō result dēkh karkē khuśhī hai . 181Abhī chhōṭē-chhōṭē mike bhī taiyār kar rahē haĩ .
191If the Father is with you, it is His task and He is enabling you to do it, then there will be no burden.
182Abhī chhōṭē mike haĩ , lēkin chhōṭē sē baṛē tak bhī ā jāyēṅgē .
192You will remain light. 193You will begin to dance. 194When you dance, you dance very well.
183Bāpdādā kō yād hai-ādi mē̃ yah vidēśhī teachers kahtī thī ki V|we . I|āī|eye . Ps kō milnā hī muśhkil hai , ānā tō chhōṛō , milnā hī muśhkil hai .
195Look at the dancing of the double foreigners; it is very good. 196They do not tire themselves, they dance like angels. 197When Indians dance, their feet become tired, even their hands become tired.
184Aur abhī sahaj hō gayā hai kyōṅki āp bhī V|we . V|we . V|we . I|āī|eye . pī|P . hō gayē tō āpkē āgē V|we . I|āī|eye . pī|P . kyā haĩ !
198Foreigners dance very lightly. 199So, in the same way, consider service to be a dance, consider it to be a game. 200Do not become tired.
185Total vidēśh key|kī result achchhī hai .
201BapDada does not like this photo. (of becoming tired).
186Centres bhī achchhē haĩ , vr̥iddhi kō prāpt kartē jā rahē haĩ . 187Bhārat mē̃ hands nahī̃ haĩ , nahī̃ tō bhārat mē̃ bhī sēvākēndra tō bahut khul jāyē̃ .
202On the whole, the result of the foreign lands is good. 203The centres are also doing very well and continuing with expansion. 204In Bharat, there aren’t so many hands, otherwise, many centres would open.
188Ēk-ēk zone vālā kahtā hai - hands nahī̃ haĩ .
205What do those of each zone say? 206They do not have enough hands.
189Tō abhī is varṣh hands nikālnē key|kī sēvā karō .
207In this year, do the service of creating your own hands.
190Hands māṅgō nahī̃ , nikālō ; aur hī dān-puṇya karō .
208Do not ask for hands, create your own hands and, in fact, donate them to others.
191Vidēśh mē̃ yah bahut achchhā tarīkā hai - jahā̃ bhī centre khultā hai , vahā̃ K|kē hī laukik kārya bhī kartē haĩ centre bhī chalātē haĩ .
209Donate and perform charity. 210In the foreign lands, they have a very good method. 211Wherever a centre is opened, the people there do their lokik jobs and also look after the centre.
192Kaisē chalēgā , kaun chalāyēgā , yah problem cum|kam hai . 193Āp lōg yah nahī̃ sōchnā ki ham laukik kām kyō̃ karē̃ !
212They do not have the problem of how the centre will function or who will look after it. 213You should not think: Why should we do a lokik job?
194Yah tō āpkī sēvā kā sādhan hai .
214This is the means of your service.
195Laukik kārya nahī̃ kartē hō lēkin alaukik kārya kē nimitt bannē kē liē laukik kārya kartē hō .
215You are not doing a lokik job, but are doing the lokik job to become instruments to carry out an alokik task.
196Jahā̃ bhī jātē hō vahā̃ centre khōlnē kā umaṅg rahtā hai nā .
216Wherever you go, you have the enthusiasm to open a centre there.
197Tō laukik kārya kab tak karēṅgē-yah nahī̃ sōchō .
217So, whilst you have a lokik job, do not think in this way.
198Laukik kārya alaukik kārya nimitt kartē hō tō āp surrender hō .
218You are doing the lokik job for the sake of an alokik task and so you are surrendered.
199Laukikpan nahī̃ hō , alaukikapan hai tō laukik kārya mē̃ bhī samarpaṇ hō .
219There shouldn’t be any lokik feelings. 220When there are alokik feelings, then you are surrendered whilst doing a lokik job.
200Laukik kārya kō chhōṛkar samarpaṇ samārōh manānā hai - yah bāt nahī̃ hai .
221It is not that you have to give up your lokik job and have a surrender ceremony.
201Aisā karnē sē vr̥iddhi kaisē hōgī !
222How else would there be expansion?
202Isīliē laukik kārya kartē alaukik kārya kē nimitt bantē hō , tō jō nimitt laukik samajhtē haĩ aur rahtē alaukiktā mē̃ haĩ , aisī ātmāō̃ kō double kyā , padam mubārak hai .
223This is why, whilst doing a lokik job, you become instrumental for an alokik task, and so, for souls who are living in an alokik environment whilst doing a lokik job, not just double congratulations, but multimillion congratulations to such souls.
203Samjhā .
224Do you understand?
204Isīliē yah nahī̃ kahanā-dādī hamkō chhuṛāō , hamkō chhuṛāō .
225Therefore, do not say, “Dadi, let me leave this job; make me free from this.”
205Nahī̃ , aur hī double prālabdh banā rahē hō .
226Do not say this. 227You are creating a double reward.
206Hā̃ āvaśhyaktā agar samajhē̃gē tō āpēhī chhuṛāyēṅgē , āpkō kyā hai !
228Yes, if there is a need, then they will automatically ask you to leave that job. 229What does it matter to you?
207Jimmēvār dādiyā̃ haĩ , āp apnē laukiktā mē̃ alaukiktā lāō .
230The Dadis are responsible, you should just continue to have that alokik feeling whilst doing your lokik job.
208Thakō nahī̃ .
231Do not become tired.
209Laukik kām karkē thak kar ātē haĩ tō kahtē haĩ kyā karē̃ !
232You become tired whilst doing your lokik job and then you come and say: What can I do?
210Nahī̃ khuśhī-khuśhī mē̃ dōnō̃ nibhāō kyōṅki dēkhā gayā hai ki double vidēśhī ātmāō̃ mē̃ dōnō̃ taraph kārya karnē key|kī śhakti hai .
233It should not be like this any more. 234Fulfil both responsibilities with happiness, because it has been seen that doubleforeign souls have the power to do both at the same time.
211Tō apnī śhakti kō kārya mē̃ lagāō .
235So, use your power! 236“When can I leave my job?
212Kab chhōṛē̃gē , kyā hōgā … yah bāp aur jō dādiyā̃ nimitt haĩ unkē ūpar chhōṛ dō , āp nahī̃ sōchō .
237What will happen?” 238Leave this to Baba and the instrument Dadis; you don’t have to think about this.
213Kaun-kaun haĩ jō laukik kārya bhī kartē haĩ aur centre bhī sambhāltē haĩ , vah hāth uṭhāō .
239Those who have a lokik job and are also looking after a centre, raise your hands! 240It is good, it is very good.
214Bahut achchhā . 215Āp niśhchint rahō .
241You should remain carefree.
216Number āp lōgō̃ kō vaisē hī milē̃gē , jō sārā din kartē haĩ unhō̃ jitnā hī milēgā .
242You will claim a number anyway. 243You will receive just as much as those who do service all day long.
217Sirph trustee hōkar karnā , maĩ-pan mē̃ nahī̃ ānā .
244Simply do everything as a trustee; do not have the consciousness of “I”.
218Maĩ itnā kām kartī hū̃ , maĩ-pan nahī̃ .
245“I am doing so much work!” 246Do not have this consciousness of “I”.
219Karāvanhār karā rahā hai . 220Maĩ ĩsṭrūmēṇṭ hū̃ . 221Power K|kē ādhār par chal rahī hū̃ .
247Karavanhar is inspiring you to do it; you are just an instrument and are functioning with the support of the Power.
222Āj double vidēśhiyō̃ kā turn hai nā .
248Today, it is the turn of the double foreigners.
223Āp lōgō̃ kō bhī double vidēśhiyō̃ kō dēkh khuśhī hōtī hai nā !
249You also have a lot of happiness seeing the double foreigners, do you not?
224Tō sabhī double vidēśhī khuśhnumaḥ hō ?
250So, are all the double foreigners very happy and cheerful?
225Hāth key|kī tālī bajāō .
251You may clap with your hands (making sound).
226Abhī madhuban mē̃ tō māyā nahī̃ ātī hai nā ?
252Maya does not come to you in Madhuban any more, does she?
227Bhārat key|kī teachers aur double vidēśhī dōnō̃ kā male|mail|mēl dēkhō kitnā achchhā hai .
253Look how beautiful the meeting of the teachers of Bharat and the double foreigners is!
228Āp teachers nē double vidēśhiyō̃ key|kī season cum|kam hī dēkhī hōgī aur double vidēśhiyō̃ nē sabhī teachers kā saṅgaṭhan pahlē bārī dēkhā hōgā .
254You teachers haven’t seen so much of the foreigners’ season and the double foreigners are probably seeing for the first time a gathering of the teachers.
229Dōnō̃ K|kē mēlē mē̃ achchhā lag rahā hai nā .
255Both of you are enjoying the mela, are you not?
230Teachers kō achchhā lagtā hai ?
256Do the teachers like it?
231Double vidēśhiyō̃ kō achchhā lagtā hai ?
257Do the double foreigners like it?
232Achchhā hai .
258It is good.
233Teachers bhī nimantraṇ par pahuñch gaī haĩ .
259Teachers have also reached here by invitation.
234Aisā kabhī sōchā thā ki aisā nimantraṇ āyēgā ?
260Did you ever think that you would receive an invitation like this?
235Yah bhī dēkhō achānak huā tō achchhā lagā nā !
261Did you ever think this? 262It happened suddenly and so you liked it, did you not?
236Acchā-sabhī teachers hāth uṭhāō jō nimantraṇ par āī haĩ .
263Achcha, all those teachers who have reached here by invitation, raise your hands!
237Dillī vālō̃ nē bhī achchhā sandēśh diyā .
264Those from Delhi also gave a very good message.
238Bāpdādā kō viśhēṣh yah khuśhī hai ki saṅgaṭhit rūp mē̃ nirvighna hōkar kārya kiyā , iskī mubārak hō .
265BapDada has special happiness that you carried out the task collectively without any obstacles; and so, congratulations for that!
239Nimitt tō kōī bantā hī hai .
266Someone or another definitely becomes an instrument.
240Bāpdādā nē result dēkhī ki nimitt bachchō̃ nē chāhē rāt hō , chāhē din hō , chāhē khaṛē hō̃ , chāhē baiṭhē hō̃ , lēkin athak ban lakṣhya rakhā , us lakṣhya key|kī saphaltā huī .
267BapDada saw how the instrument children tirelessly kept their aim and, no matter whether it was day or night, whether they had to stand all the time or whether they were seated, they achieved their aim.
241Prime minister ānā , president ānā yā kōī kā bhī ānā-yah lakṣhya key|kī saphaltā hai .
268For the Prime Minister and the President or anyone else to come, that was the success of their aim.
242Jab lakṣhya ēk hōtā hai ki ham sabkō aṅgulī dēnī hai aur khuśhī-khuśhī sē karnā hai , athak bannā hai-yah lakṣhya pratyakṣha rūp mē̃ āyā , isīliē yah dr̥iṛhtā saphaltā key|kī chābī ban gaī .
269Because there was one aim and the feeling that all of you had to give a finger, and do everything with happiness, tirelessly, then that aim took practical shape. 270And so this determination became the key to success.
243Kahā̃ bhī kārya karō lēkin yah lakṣhya pakkā karkē saṅgaṭhit rūp mē̃ karō .
271Wherever you carry out a task, make this aim firm and carry out the task collectively.
244Ēk bhī yah nahī̃ kahē ki hamnē kārya nahī̃ kiyā .
272Not a single person should say that he did not do anything for the task.
245Kōī bhī kārya karē lēkin sabkā saṅgaṭhit rūp mē̃ sahyōg hōnā chāhiē aur sabkō khuśhī hōnī chāhiē ki ham programme kar rahē haĩ .
273No matter who carries out the task, collectively, there should be everyone’s co operation. 274There should also be the happiness that you are carrying out the programme.
246Aisē nahī̃ ki phalānē kar rahē haĩ , ham tō dēkh rahē haĩ , nahī̃ .
275You should not think that soandso is carrying out the task and that you are just observing them; no.
247Ham dēkhnē vālē nahī̃ haĩ , karnē vālē haĩ . 248Chāhē mansā , chāhē vāchā , chāhē karmaṇā .
276You are not those who just observe, but those who actually do; whether it is through thoughts, words or deeds.
249Chhōṭē baṛē jō bhī haĩ , chāhē stage par kārya karē̃ , chāhē ghar baiṭhē mansā sēvā karē̃ , vāchā sēvā karē̃ , lēkin sabkō sēvā mē̃ sahyōg key|kī aṅgulī dēnī hī hai .
277Whoever it is, young or old, whether they are doing their job on the stage or sitting at home serving through their thoughts or words, everyone has to give their finger of cooperation in service.
250Dillī kō vardān hai aur usmē̃ bhī ādi ratna Jagdīśh kō vardān hai-sthāpanā K|kē kārya mē̃ .
278Delhi has a special blessing, and within that, Jagdishbhai has a special blessing in the task of establishment.
251Is bārī bāpdādā nē dēkhā ēk bhī dillī kā centre aisē nahī̃ rahā jiskā kōī na kōī sahyōg nahī̃ hō .
279This time, BapDada saw that there was not a single centre of Delhi that did not give its cooperation.
252100 sē hī jyādā hōṅgē , dūr vālē sthān key|kī bāt chhōṛō , lēkin jō dillī mē̃ thē unmē̃ sē har ēk nē apnē khuśhī sē sēvā lī aur practical kiyā tō yahī saphaltā kā sādhan hai .
280There must be over a 100 centres the centres far away are a different matter but all of those centres in Delhi took on this service with great happiness and finished it with great happiness. 281This was the means for success. (asking Jagdishbhai.)
253Aisē thā nā ?
282It was like this, was it not?
254Jagdīśh sē pūchhtē haĩ . 255Tō kahā̃ bhī karō , pahlē sabkō milāō . 256Chāhē meeting karō , chāhē phone mē̃ bāt karō , samay nahī̃ hō tō phone mē̃ hī meeting hō saktī hai .
283Wherever you do it, first of all have everyone come together; whether you have a meeting or whether you speak to them on the phone. 284If you don’t have time, you can have a meeting over the phone.
257Inhōnnē bhī meeting key|kī , ēk hī dillī hai nā tō dillī mē̃ meeting hōnā sahaj hai . 258Lēkin ēk bāt yah samajh lō ki jahā̃ saṅgaṭhan key|kī śhakti hai vahā̃ vijay hai .
285All of them had a very good meeting. 286It is easy to have a meeting in Delhi because there is only one Delhi, but understand that wherever there is the power of the gathering, there is victory.
259Bākī vighna tō ānē hī haĩ .
287However, obstacles will of course come.
260Nahī̃ tō vighna-vināśhak nām kyō̃ rakhā hai !
288Why are you called the destroyers of obstacles?
261Vighna vināśhak kā arth|earth kyā hai ?
289What does it mean to be a destroyer of obstacles?
262Vighna āvē aur vināśh karō .
290For you to destroy the obstacles that come.
263Yah tō hōnā hī hai .
291This has to happen anyway.
264Vighnō̃ kā kām hai ānā aur āpkā kām hai vināśhak bannā .
292It the duty of the obstacles to come and your duty to become their destroyers.
265Iskī parvāh nahī̃ karō .
293Do not worry about them.
266Yah khēl hai .
294This is just a game.
267Khēl mē̃ khēl aur khēl dēkhnē mē̃ tō majā hai nā . 268Dūsrī bāt sabhī yah dhyān rakhē̃ ki jahā̃ bhī jō bhī sahyōgī ātmāyē̃ haĩ , mānō̃ london mē̃ kōī programme kartē haĩ aur America mē̃ kōī najdīk vālā sahyōgī viśhēṣh ātmā hai , tō aisē time par jō jahā̃ sahyōgī hō saktē haĩ , jaisā kārya hai us anusār sahyōgī ātmāō̃ kō nimitt banāō .
295This is just a game within the play and of course you enjoy yourself when you are watching a game. 296Secondly, from this programme, everyone should pay attention that wherever there are cooperative souls, for instance, when you carry out a programme in London and there is a very special, closely cooperative soul in America, then at such a time, according to the task, at any place, make that cooperative soul an instrument.
269Jiskō bāpdādā kahtē haĩ chhōṭē mike .
297Souls whom BapDada calls small mikes can also create an impression.
270Uskā bhī prabhāv paṛtā hai , aur jō samparka mē̃ ātē haĩ unhō̃ kō samay prati samay sahyōgī banātē rahō . 271Sirph conference hōvē tō āp jāō , āō aur phir apnī sēvā mē̃ lag jāō . 272Nahī̃ .
298Continue to make those who come into contact cooperate with you from time to time. 299It should not be that you only get in touch with them when you have conferences and that you then become engaged in your own service; no.
273Naī-naī sēvā kartē rahtē hō aur jō purānī ātmāyē̃ , samparka mē̃ ānē vālī haĩ unkē liē phursat cum|kam nikāltē hō .
300You create new service all the time and then you don't have so much time for the old souls who have been in contact with you.
274Ab aisā sahyōgiyō̃ kā group taiyār karō .
301Now, create a group of such cooperative souls.
275Kahā̃ bhī hō , chāhē vidēśh mē̃ hō tō India mē̃ uskā lābh lē saktē hō yā vidēśh kā vidēśh mē̃ , India kā India mē̃ , lēkin sahyōgiyō̃ sē lābh lō|low .
302Wherever you may be, even if they are from foreign lands, you can take benefit of them in India. 303You can take benefit of the foreigners in the foreign lands and of the Indians in India, but definitely take benefit of those who cooperate with you.
276Dillī vālē hāth uṭhāō .
304Those from Delhi, raise your hands!
277Bahut achchhā .
305Very good.
278Sāth bhī ēk dō kō achchhā diyā hai .
306You have given very good support to one another.
279Br̥ijmōhan kahā̃ hai .
307Where is Brijmohan?
280Dēkhō nimitt bannē vālō̃ K|kē hā̃ jī , hā̃ jī karnē sē , ēk dō K|kē sahyōg sē saphaltā samīp I|āī|eye .
308Look, the instrument souls, with one another’s cooperation, attained success because of saying, “ha ji, ha ji” to one another.
281Isliē is pāṭh kō sadā yād rakhnā .
309Therefore, constantly remember this lesson.
282Svabhāv-sanskārō̃ kō sēvā K|kē samay dēkhō hī nahī̃ .
310At the time of service, do not look at one another’s nature or sanskars.
283Dēkhtē haĩ nā-isanē yah kiyā , isnē yah kahā - tō saphaltā dūr hō jātī hai .
311When you look at that and think, “This one did this or that one said soandso”, then success becomes distant.
284Dēkhō hī nahī̃ .
312Do not even look at that.
285Bahut achchhā , bahut achchhā .
313Instead, think: It is very good, it is very good.
286Hā̃ jī aur bahut achchhā , yah dō śhabda her|har kārya mē̃ use karō .
314Simply use the words “Ha ji” and “very good” for every task.
287Svabhāv variety haĩ aur rahnē bhī haĩ . 288Svabhāv kō dēkhā tō sēvā khatm .
315There is variety in everyone’s nature and this will always be there.
289Bābā karā rahā hai , bābā kō dēkhō , bābā kā kām hai .
316When you look at one another’s nature, then service finishes.
290Iskī duty nahī̃ hai , bābā kī hai .
317Baba is inspiring you to do it.
291Tō bāp mē̃ tō svabhāv nahī̃ hai nā .
318So, since it is Baba’s task, look at Baba.
292Tō svabhāv dēkhnē nahī̃ āyēgā .
319It is not a particular person’s duty, but Baba’s duty.
293Bākī dillī nē ēk achchhā nakśhā taiyār kar diyā .
320Baba does not have any particular nature as such.
294Tō bāpdādā bhī dillī vālō̃ kō mubārak dētē haĩ .
321In this way, you will not stop to look at anyone’s nature.
295Foreign kā jō snēh milan ( ābū phōram vā retreat ) kā programme chalā , vah bhī her|har varṣh saphaltā mil rahī hai .
322Delhi has prepared a very good plan. 323BapDada is congratulating those from Delhi. 324The Forum of the foreigners is always successful every year.
296Foundation taiyār hō rahā hai .
325The foundation is being prepared.
297Bāpdādā K|kē ghar mē̃ dharnī taiyār hōtī hai .
326The land is being prepared in BapDada’s home.
298Bākī bīj kō baṛhānā , yah āp lōgō̃ kā apnē-apnē sthān kā kām hai .
327To make the seed grow is the task of all of you at your own places.
299Bāpdādā nē yahā̃ madhuban mē̃ dharnī bhī taiyār key|kī , bīj bhī ḍālā abhī pānī dēnā , phal nikālnā āpkā kām hai .
328BapDada prepared the land and sowed the seed here in Madhuban, and now to give water and let the fruit emerge is the duty of all of you.
300Nikalē̃gē phal .
329Fruit will definitely emerge.
301Sirph ēk group banāō jō list kō dēkh karkē samparka kartā rahē .
330Simply continue to look at the list of participants and make a group of those who keep in touch with them.
302Naī-naī sēvāō̃ mē̃ busy hō jātē hō nā tō yah thōṛā ḍhīlā hō jātā hai .
331When you become busy in new service, you become slack in this (looking after the old contacts).
303Bākī double vidēśhiyō̃ key|kī vr̥iddhi bhī hai aur vidhi bhī bahut achchhī banātē jātē hō isliē nimitt janak kō aur āp sab right hands kō , sabhī brāhmaṇ parivār key|kī taraph sē mubārak hō .
332The double foreigners have very good expansion and very good methods. 333Therefore, to the instrument Janak, and all the right hands, congratulations from the entire Brahmin family.
304Achchhā .
334Achcha.
305Sab khuśh haĩ aur khuśh sadā rahnē vālē haĩ .
335All of you are happy and will always remain happy.
306Aisē hai nā !
336Is it like this?
307Bāpdādā ṭhīk kahtā hai yā kōī paper āyēgā tō chēhrā badal jāyēgā ?
337Is what BapDada saying correct? 338Or will your face change when any test paper comes?
308Nahī̃ , badalē|badlē nahī̃ .
339No. 340It should not change.
309Us samay patā hai kyā hōtā hai ?
341Do you know what happens at that time?
310Bāpdādā kō kyā dikhāī dētā hai ?
342What does BapDada see at that time?
311Jaisē ājkal kā fashion hai - svāṅg banātē haĩ tō aur śhakla ( māska ) lagā dētē haĩ nā .
343It is the fashion nowadays to put on a mask. 344In the same way, at that time, your face is not original, it is as though you have put on a mask.
312Us samay jaisē āp lōgō̃ kā chēhrā ōrijinal nahī̃ hōtā , māska lagā dētē hō . 313Kōī lōbh kā kōī mōh kā , kōī abhimān kā , kōī maĩ pan kā , kōī mērē pan kā , chēhrē hī badal jātē haĩ .
345Some have a mask of one type, some of another type. 346Some have a mask of greed, some of attachment, some of arrogance, some of the consciousness of “I”, some of the consciousness of “mine”, and so the face changes all the time.
314Phir parēśhān hōtē haĩ nā .
347Then you become distressed.
315Dūsrā face agar lagā lō tō parēśhān hōtē haĩ nā .
348When you put on another face, you become distressed.
316Garmī lagtī hai nā , yah kyā pahanā hai tō aur face nahī̃ lagāō .
349At that time, because you have put on a mask, you become very hot.
317Apnā ōrijinal svarūp kā chēhrā sadā rakhō .
350Therefore, do not do this; do not put on another mask.
318Bāpdādā kē pās har ēk K|kē bahut phōṭō haĩ .
351Constantly let your face be that of your original form.
319Yahā̃ sākār duniyā mē̃ tō jagah hī nahī̃ hai jō āpkē phōṭō rakhē̃ .
352BapDada has many photographs of each one. 353Here, in the corporeal world, there isn’t enough space to keep your photographs.
320Acchā-ēk second mē̃ bilkul bāp samān aśharīrī ban saktē hō ?
354Achcha. 355In one second, can you become as completely bodiless as the Father?
321Tō ēk second mē̃ full stop lagāō aur aśharīrī sthiti mē̃ sthit hō jāō .
356Apply a fullstop in one second and stabilise yourself in the bodiless stage in one second.
322 ( bāpdādā nē 3 minute drill karāī ) acchā-yah sārē din mē̃ bār-bār abhyās kartē rahō .
357(BapDada conducted drill for three minutes.) 358Achcha, continue to practise this throughout the day again and again.
323Chārō̃ ōr K|kē sarv māyājīt , prakr̥itijīt , sākṣhīpan K|kē takhtnaśhīn , sāthī kē sāth kā sadā anubhav karnē vālē , sadā dr̥iṛhtā sē saphaltā kō galē kā hār banānē vālē , sadā bāp samān light rahnē vālē , sadā apnē might dvārā viśhva kō duḥkh-aśhānti key|kī kamjōrī sē chhuṛānē vālē aisē master sukh K|kē sāgar , khuśhī K|kē sāgar , prēm K|kē sāgar , gyān K|kē sāgar bāp samān bachchō̃ kō yādpyār aur namastē .
359To all those who are the conquerors of Maya, the conquerors of matter, seated on the throne of a detached observer and constantly experiencing the company of the Companion; to those who, with determination, constantly make success the garland around their neck; to those who constantly remain light, the same as the Father; to those who use their might to liberate the world from the weakness of sorrow and peacelessness for all time; to such master oceans of happiness, master oceans of joy, master oceans of love and master oceans of knowledge; to those who are equal to the Father, love, remembrance and namaste. 360* * * O MS H A N T I * * *