गुरुवार 13 नवंबर 1997 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 13-11-97 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 13-11-1997 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
1Saṅgamyug K|kē prāptiyō̃ key|kī prālabdh kā anubhav karō , master dātā , mahā sahyōgī banō
1Experience the reward of the attainment of the confluence age, become a master bestower and one who is greatly cooperative.
2Āj bhāgya vidhātā bāp apnē śhrēṣhṭh bhāgyavān bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .
2Today, Baba, the Bestower of Fortune, is seeing His children who are greatly fortunate.
3Har ēk bachchē K|kē bhāgya key|kī rēkhāyē̃ dēkh-dēkh bhāgya vidhātā bāp bhī harṣhit hōtē haĩ kyōṅki sārē kalp mē̃ chakra lagāō tō āp jaisā śhrēṣhṭh bhāgya kisī dharm ātmā , mahān ātmā , rājya adhikārī ātmā , kisī kā bhī itnā baṛā bhāgya nahī̃ hai , jitnā āp saṅgamyugī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kā hai .
3The Bestower of Fortune is very happy to see the lines of fortune of all the children. 4If you go around the whole cycle, none of the righteous souls, the great souls, or the souls who rule have a fortune as elevated and great as yours; it is only you elevated souls of the confluence age who have this fortune.
4Mastak sē apnē bhāgya key|kī rēkhāō̃ kō dēkhtē hō ?
5You can see the lines of your fortune on your forehead.
5Bāpdādā har ēk bachchō̃ K|kē mastak mē̃ chamaktī huī jyōti key|kī śhrēṣhṭh rēkhā dēkh rahē haĩ .
6BapDada is seeing the elevated line of fortune of light sparkling at the centre of the forehead of each child.
6Āp sabhī bhī apnī rēkhāyē̃ dēkh rahē hō ?
7Are all of you seeing the lines of your fortune?
7Nayanō̃ mē̃ dēkhō tō snēh aur śhakti key|kī rēkhāyē̃ spaṣhṭ haĩ .
8If you look in your eyes, the lines of love and power are very clearly visible.
8Mukh mē̃ dēkhō madhur śhrēṣhṭh vāṇī key|kī rēkhāyē̃ chamak rahī haĩ .
9If you look at your mouth, the line of sweet elevated versions is sparkling.
9Hōṭhō̃ par dēkhō rūhānī muskān , rūhānī khuśhī key|kī jhalak key|kī rēkhā dikhāī dē rahī hai .
10If you look at your lips, you see a spiritual smile and the sparkle of spiritual happiness.
10Hday mē̃ dēkhō vā dil mē̃ dēkhō tō dilārām K|kē lav|love mē̃ lavlīn rahnē key|kī rēkhā spaṣhṭ hai .
11If you look at your heart, the line of being totally absorbed in the love of the Comforter of Hearts is clear.
11Hāthō̃ mē̃ dēkhō dōnō̃ hī hāth sarv khazānō̃ sē sampann hōnē key|kī rēkhā dēkhō , pā̃vō̃ mē̃ dēkhō her|har kadam mē̃ padam key|kī prāpti key|kī rēkhā spaṣhṭ hai .
12Look at both your hands and see the line of being complete with all treasures. 13Look at the feet and the line of attainment of multimillions through every step is very clear.
12Kitnā baṛā bhāgya hai !
14How great is this fortune!
13Bhāgya vidhātā bāp nē har ēk bachchē kō purūṣhārth sē , śhrēṣhṭh karmō key|kī kalam sē yah sab rēkhāyē̃ khīñchnē key|kī khulī dil sē , khulī chhuṭṭī dē dī hai .
15Baba, the Bestower of Fortune with an open heart, has given all the children full permission to use the pen of elevated actions to extend their line of fortune through making effort.
14Jitnī lakīr lambī khīñchnē chāhō utnī khīñch saktē hō , lēkin samay K|kē andar .
16You can extend the line to make it as long as you want. 17You can extend the line as much as you want within the given time.
15Jiskō jitnī lambī lakīr khīñchnī hai vah svayã hī khīñch saktē hō , bāp nē kalam āpkē hāth mē̃ diyā hai .
18The pen is in your hands; Baba has given you that. 19Do you know how to draw that line?
16Tō vah lakīr khīñchnē ātī hai ?
20Have you drawn that line?
17Khīñchī hai yā khīñchnā nahī̃ ātī hai ?
21Or, do you not know how to draw the line?
18Sabhī kō ātī hai ? 19 ( hā̃ jī ) bahut achchhā .
22All of you know how to draw that line; that is good.
20Dēkhō , abhī K|kē takdīr key|kī lakīr āpkō sārē kalp mē̃ bhī śhrēṣhṭh banātī hai , 21 janm tō sadā sampann aur sukhī rahnē key|kī rēkhā chaltī hī hai aur dvāpar , kaliyug mē̃ bhī āpkē pūjya bannē key|kī rēkhā śhrēṣhṭh rahtī hai .
23Look, the line of fortune of the present time makes you elevated throughout the whole kalpa: the line of remaining constantly complete and happy for 21 births, and even in the copper and iron ages, the line of fortune of being the worthy of worship souls is elevated.
21Tō is samay K|kē bhāgya key|kī rēkhā sārā kalp sadā sāth chaltī hai kyōṅki avināśhī bāp key|kī avināśhī rēkhā hai .
24The line of fortune of this time is constantly with you throughout the whole kalpa, because it is an imperishable line from the eternal Father.
22Tō sadā apnē śhrēṣhṭh bhāgya key|kī rēkhā smr̥iti mē̃ rahtī hai ?
25Do you constantly have the line of your elevated fortune in your consciousness?
23Rahtī tō hai lēkin kabhī emerge rahtī hai , kabhī merge rahtī hai vā sadā hī emerge rahtī hai ?
26You have it in your consciousness, but sometimes it is in an emerged form and sometimes in a merged form.
24Ismē̃ cum|kam hāth uṭhā rahē haĩ .
27Or does it constantly remain in an emerged form?
25Dēkhnā , sadā emerge rahē .
28Very few of you are raising your hand for this.
26Emerge rahnē key|kī niśhānī hai ki purānī smr̥itiyā̃ purānē saṅskār key|kī rēkhāyē̃ merge hō jātī haĩ .
29Make sure that it constantly remains in an emerged form. 30The sign of it remaining in an emerged form is the merging of the lines of the old awareness and the old sanskars.
27Kabhī bhī purānē saṅskārō̃ key|kī rēkhāyē̃ vā purānī bātō̃ K|kē smr̥iti key|kī rēkhāyē̃ emerge nahī̃ hō̃ . 28Merge hō̃ . 29Aur merge rahtē-rahtē samāpt hō jāyē̃ .
31The lines of your old sanskars and the awareness of the things of the past should never emerge; they should remain merged; and whilst remaining merged, they should totally finish.
30Jahā̃ śhrēṣhṭh bhāgya key|kī rēkhāyē̃ emerge haĩ , vahā̃ purānī rēkhāyē̃ emerge hōnā asambhav hai .
32When the lines of elevated fortune are in an emerged form, it is impossible for old lines to emerge.
31Agar hōtī haĩ tō siddha hōtā hai ki śhrēṣhṭh bhāgya key|kī rēkhā sadā emerge nahī̃ rahtī .
33If these lines do emerge, it proves that the line of elevated fortune is not constantly in an emerged form.
32Tō kyā samajhtē hō ?
34So what do you understand by this?
33Itnē śhrēṣhṭh bhāgya key|kī rēkhāyē̃ emerge hōnī chāhiē yā merge ?
35Should the lines of such elevated fortune remain emerged or merged?
34Bāpdādā vartamān samay sabhī bachchō̃ kō vartamān saṅgamyug key|kī prāptiyō̃ K|kē prālabdh rūp mē̃ dēkhnē chāhtē haĩ .
36At the present time, BapDada wants to see all the children in the form of the reward of the attainments of the present confluence age.
35Purūṣhārth bahut samay kiyā , abhī purūṣhārth svataḥ chalē , mēhnat vālā purūṣhārth nahī̃ .
37You have made effort over a long period. 38Now, effort should continue automatically. 39Effort should not be hard work.
36Kyā ant tak purūṣhārth key|kī mēhnat kartē rahē̃gē ?
40Will you continue to work hard at making effort until the end?
37Saṅgamyug K|kē prāptiyō̃ key|kī prālabdh kā anubhav ab nahī̃ karē̃gē tō kab karē̃gē !
41If you do not experience the reward of the attainments of the confluence at this time, then when will you experience it?
38Bhaviṣhya key|kī prālabdh alag chīz hai .
42The reward of the future is a different matter.
39Vah tō āpkī is purūṣhārth K|kē prālabdh key|kī parchhāī hai .
43That is a shadow of the reward of this effort. 44That will automatically follow you.
40Vah tō āpkē pīchhē-pīchhē āpēhī āyēgī .
45However, the speciality lies in attaining the reward of the present time.
41Lēkin viśhēṣh bāt hai is samay K|kē prālabdh prāpt karnē key|kī . 42Aisē nahī̃ - kōī pūchhtā hai kaisē hai ?
46It should not be that if someone asks you how you are or asks after your wellbeing, you reply saying, “I am still making effort.”
43Kyā hālchāl hai ? 44Tō abhī tak yahī nahī̃ kahtē rahō ki purūṣhārth chal rahā hai . 45Purūṣhārth tō hai lēkin purūṣhārth key|kī prālabdh abhī anubhav karō .
47Effort is good, but now experience the reward of the effort. 48The reward is of being complete with all powers, complete with all knowledge and an embodiment of being the destroyer of all obstacles.
46Vah prālabdh hai sarv śhakti sampann , sarv gyān sampann , sarv vighna vināśhak mūrt , yah abhī key|kī prālabdh bhaviṣhya mē̃ svataḥ hī prāpt hōgī .
49The reward of the present time will be attained automatically in the future; by then, all effort is finished, and you have just the reward.
47Jaisē bhaviṣhya mē̃ sirph prālabdh hai , purūṣhārth samāpt hai .
50So too, in the time that now remains, especially experience the form of the reward.
48Aisē abhī bākī rahē huē samay mē̃ prālabdh svarūp kā viśhēṣh anubhav karō .
51The reward you speak of is the reward of the effort you have made.
49Jab prālabdh kahtē haĩ tō purūṣhārth key|kī hī prālabdh hōtī hai .
52You can only experience the reward according to the effort you make.
50Purūṣhārth kiyā hai , us purūṣhārth anusār hī prālabdh kā anubhav kar saktē haĩ .
53However, what does BapDada want from the children? 54You ask Baba what He wants from you children.
51Lēkin bāpdādā bachchō̃ sē kyā chāhtē haĩ ? 52Pūchhtē haĩ nā bāpdādā hamsē kyā chāhtē haĩ ?
55For the little time that remains, BapDada wants the children to become the form of the reward of the effort.
53Tō bāpdādā yahī chāhtē haĩ ki ab thōṛē samay kē liē purūṣhārth K|kē prālabdh svarūp ban jāō .
56Are you able to become this or do you like to work hard making effort? 57Will you become those who have received the reward?
54Ban saktē hō ki purūṣhārth key|kī mēhnat achchhī lagtī hai ? 55Prālabdh vālē banē̃gē ?
58“I am now making effort”, “The effort will be made”, “I have do it and show you”; these expressions should now finish.
56Abhī purūṣhārth kar rahā hū̃ , purūṣhārth hō jāyēgā , karkē dikhāyēṅgē , yah śhabda samāpt hō̃ .
59It should be shown in practice not at some time, but now. 60When will you show this? 61Will you show it at the time of destruction?
57Karkē dikhāyē̃ kyā , dikhāō . 58Aur kab dikhāyēṅgē ?
62There is a method for this: Now, become a master bestower.
59Kyā vināśh K|kē samay dikhāyēṅgē ? 60Iskī bahut sahaj vidhi hai ki ab master dātā banō .
63You have taken from the Father and continue to take from Him; you do desire anything from other souls.
61Bāp sē liyā hai aur lētē bhī rahō lēkin ātmāō̃ sē lēnē key|kī bhāvnā nahī̃ rakhō - yah kar lē̃ tō aisā hō .
64“If this one does this, then I would be like this”, “If this one changes, then I would change”; this is desiring to take.
62Yah badalē|badlē tō maĩ badalū̃ , yah lēnē key|kī bhāvnā hai . 63Aisā hō tō aisā hō .
65“If this is like this, then it would be like this”, this is desiring to take.
64Yah lēnē key|kī bhāvnāyē̃ haĩ . 65Aisā hō nahī̃ , aisā karkē dikhānā hai .
66It should not be like this; rather, you should show something by practically doing it.
66Hō jāē tō nahī̃ , lēkin hōnā hī hai aur mujhē karnā hai .
67“It’s fine if it happens” is not enough; it has to happen and I have to do it.
67Mujhē bāyabrēśan dēnā hai .
68I have to give these vibrations.
68Mujhē merciful bannā hai .
69I have to become merciful.
69Mujhē guṇō̃ kā sahyōg dēnā hai , mujhē śhaktiyō̃ kā sahyōg dēnā hai .
70I have to cooperate with my virtues. 71I have to cooperate with my powers.
70Master dātā banō .
72Become master bestowers.
71Lēnā hai tō ēk bāp sē lō|low .
73If you want to take, take from the one Father.
72Agar aur ātmāō̃ sē bhī miltā hai tō bāp kā diyā huā hī milēgā .
74If you are to receive from other souls, you would only receive that which the Father has given to them.
73Tō dātā ban pharāgadil banō .
75So, become a bestower and be generoushearted.
74Dētē rahō , dēnē ātā hai ?
76Continue to give. 77Do you know how to give?
75Yā sirph lēnē ātā hai ?
78Or, is it that you only know how to take?
76Ab jō jamā kiyā hai vah dō .
79Now, give what you have accumulated.
77Āpas mē̃ brāhmaṇ ātmāyē̃ bhī master dātā banō .
80Become master bestowers even amongst the Brahmins.
78Aur dē tō maĩ dū̃ , nahī̃ .
81Don’t give only when others have given to you.
79Mujhē dēnā hai .
82I have to give.
80Khazānā hai āpkē pās|pass ?
83Do you have these treasures?
81Bharpūr hai ?
84Are you overflowing?
82Guṇō̃ sē bharpūr hai ?
85Are you overflowing with virtues?
83Śhaktiyō̃ sē bharpūr hai ?
86Are you overflowing with the powers?
84Hai tō dētē kyō̃ nahī̃ hō ?
87If you have these, then why are you not giving them to anyone?
85Apnē liē chhipākar rakhā hai kyā ?
88Have you kept them hidden away for yourself?
86Jab khazānō̃ sē bharpūr hō tō dētē jāō . 87Yah kyō̃ kartā ?
89Since you are overflowing with the treasures, continue to give.
88Yah kyō̃ kahtā ? 89Yah sōch nahī̃ karō .
90Don’t think about why someone is doing or saying something.
90Merciful ban apnē guṇō̃ kā , apnī śhaktiyō̃ kā sahyōg dō - iskō kahā jātā hai master dātā .
91Be merciful and cooperate with your virtues and your powers. 92This is known as becoming a master bestower, one who is greatly cooperative.
91Mahā sahyōgī . 92Sahyōgī bhī nahī̃ , mahā sahyōgī banō .
93Don’t just become cooperative, but become one who is greatly cooperative.
93Mahā dātā banō .
94Become a master bestower.
94Tō samjhā bāpdādā kyā chāhtā hai ?
95Do you understand what BapDada wants?
95Bāpdādā abhī tak bachchō̃ K|kē purūṣhārth key|kī mēhnat dēkh nahī̃ saktē .
96BapDada is seeing the hard work of the effort of the children even now.
96Diamond jubilee samāpt huī aur diamond abhī tak bēdāg bannē K|kē purūṣhārth mē̃ lagē huē haĩ .
97What are the diamonds still doing, now that the Diamond Jubilee has ended? 98The diamonds are still making effort to become flawless.
97Diamond jubilee arthāt her|har brāhmaṇ ātmā ( diamond ) chamaktā rahē .
99The Diamond Jubilee means that every Brahmin soul should continue to shine like a diamond.
98Āp sōchē̃gē ki diamond jubilee hamārī tō thī nahī̃ , vah tō dādiyō̃ key|kī huī .
100You might think that it was not your Diamond Jubilee, but just for the Dadis.
99Āpkī huī yā dādiyō̃ key|kī huī , kiskī huī ?
101Was it yours or the Dadis? 102Whose was it?
100Yagya K|kē sthāpanā K|kē kārya key|kī diamond jubilee .
103It was the Diamond Jubilee of the task of the establishment of the yagya.
101Sirph dādiyō̃ key|kī nahī̃ , sthāpanā K|kē kārya key|kī diamond jubilee .
104It was not only for the Dadis. 105It was the Diamond Jubilee of the task of establishment.
102Tō āp sabhī chāhē dō sāl K|kē hō , chāhē 12 sāl K|kē hō chāhē 50 K|kē hō , lēkin sthāpanā K|kē kārya kē nimitt tō hō nā yā nahī̃ ?
106So, whether you are two years old, twelve years old or fifty years old, you are instruments for the task of establishment, aren’t you?
103Nimitt hō ?
107Are you instruments?
104Brāhmaṇ mānā hī brahmā bāp kē sāth sthāpanā K|kē kārya kē nimitt ātmā .
108To be a Brahmin means to be a soul instrumental for the task of establishment, together with father Brahma.
105Vahī brahmākumār yā brahmākumārī kahlā saktē haĩ .
109Only these souls are called Brahma Kumars and Kumaris.
106Tō brahmākumār , kumārī sabhī hō yā puruṣhārthī kumār kumārī hō ?
110So, are you all Brahma Kumars and Kumaris, or not? 111Are you effortmaking kumars and kumaris?
107Kyā hō ?
112What are you?
108Brahmākumār , brahmākumāriyā̃ arthāt janma liyā aur brahmā bāp K|kē sāthī sthāpanā kē nimitt ātmā banē̃ . 109Tō aisē nahī̃ sōchnā ham tō abhī nayē haĩ . 110Ham tō abhī chhōṭē haĩ .
113Are you Brahma Kumars and Kumaris or effortmaking kumars and kumaris? 114To be a Brahma Kumar or Kumari means that as soon as you take birth, you become Brahma Baba’s companion and an instrument for establishment.
111Lēkin samay K|kē anusār jab samay samāpti K|kē najdīk hai tō chhōṭō̃ kō , nayō̃ kō itnā hī tīvr purūṣhārth karnā hī hai , agar ab brāhmaṇ haĩ tō .
115Do not think that you have just come and you are little. 116As time is coming close to its end, accordingly young and new ones who are Brahmins have to make such effort.
112Agar kṣhatriya haĩ tō chhuṭṭī hai .
117If you are a warrior, then you have permission not to.
113Lēkin brāhmaṇ haĩ tō brāhmaṇ sō dēvtā kahā jātā hai .
118However, you are Brahmins. 119It is said for Brahmins that they become deities.
114Kṣhatriya sō dēvtā nahī̃ .
120It is not said, “Warriors to deities”.
115Tō brāhmaṇ ātmāō̃ kō sthāpanā kē nimitt bannā hī hai .
121Brahmin souls have to become instruments for establishment. 122You are instruments.
116Haĩ hī nimitt . 117Isliē abhī master dātā banō .
123Therefore, you must cooperate, not donate, as master bestowers.
118Dān nahī̃ karō lēkin sahyōg dō .
124Brahmins cannot donate to Brahmins.
119Brāhmaṇ , brāhmaṇ kō dān nahī̃ kar saktā , sahyōg dē saktā hai .
125You cannot donate to Brahmins, but you can cooperate with them. 126So what did Baba say?
120Tō kyā kahā ? 121Mahā dātā aur mahā sahyōgī banō .
127Become the master bestowers and those who are greatly cooperative.
122Abhī ēk sāl vālā bhī hai tō bhī samay K|kē anusār abhī bachpan key|kī bātē̃ samāpt karō kyōṅki sabhī bachchē vānaprasth avasthā K|kē samīp hō .
128Even if you are only one year old, nevertheless, according to time, as all the children are now close to the stage of retirement, finish the things of childhood.
123Samay key|kī gati pramāṇ , drama K|kē niyam pramāṇ abhī sabhī key|kī vānaprasth avasthā samīp hai .
129According to the speed of time and the discipline of the drama, everyone is now close to the stage of retirement.
124Bāpdādā jāntē haĩ ki bachchō̃ kā bāp sē jigrī snēh hai .
130BapDada knows that the children have deep love for Baba from their heart.
125Jigrī snēh hai nā ?
131You have deep love in your heart, do you not?
126Yā ūpar-ūpar kā snēh hai ?
132Or is it just superficial love?
127Dil kā snēh hai tab tō bhāgkar āyē hō nā ?
133You have love from the heart, don’t you?
128Dēkhō bēhad K|kē hall|hāl mē̃ , bēhad K|kē bāp K|kē bachchē , bēhad K|kē rūp mē̃ virājmān haĩ . 129Yah hall|hāl achchhā lagtā hai nā yā dūr lagtā hai ?
134This is why you have come running here, isn’t? 135The children of the unlimited Father are present in an unlimited way in the unlimited hall. 136You like this hall, don’t you?
130Dēkhō , baiṭhnē mē̃ tō dūr hai lēkin bāpdādā apnē dil key|kī bahut baṛī screen mē̃ āp sab dūr baiṭhē huē bachchō̃ kō ati samīp dēkh rahē haĩ .
137Or, do you feel distant? 138You may be sitting far, but Baba sees all you children close up in the big screen of BapDada’s heart.
131Dūr nahī̃ dēkh rahē haĩ .
139He is not seeing you as distant.
132Bāpdādā K|kē dil key|kī screen bahut baṛī hai .
140The screen of BapDada’s heart is very big.
133Abhī tak science vālō̃ nē bhī nahī̃ nikālī hai .
141Even scientists have not created a screen as big as that.
134Isīliē āp dūr nahī̃ baiṭhē hō , bāpdādā K|kē dil mē̃ baiṭhē hō .
142Therefore, you are not sitting far away, but in BapDada’s heart.
135Aisē samajhtē hō ?
143Do you feel this to be so?
136Kursī par baiṭhē hō , darī par baiṭhē hō yā dil mē̃ baiṭhē hō ?
144Are you sitting on a chair, on the floor or in the heart? 145The scene is very beautiful.
137Dr̥iśhya tō bahut achchhā sundar lag rahā hai .
146Is it full right to the back or is it a little empty?
138Full pīchhē tak bharā huā hai yā kuchh khālī hai ?
147It is full, but empty at the back.
139Bāpdādā dēkh rahē haĩ - pīchhē thōṛā khālī hai .
148BapDada had given all of you some work to do.
140Dēkhō āp lōgō̃ kō bāpdādā nē kām diyā thā .
149You may have forgotten, but BapDada remembers.
141Āp bhūl gayē hōṅgē lēkin bāpdādā kō yād hai .
150What work did Baba give you?
142Kaun sā kām diyā thā ?
151(To become free from anger.)
143 ( krōdh mukt kā ) āj vah nahī̃ pūchhē̃gē .
152Baba will not ask you about that today.
144Pahlā chance liyā hai nā tō āj krōdhmukt kā pūchhē̃gē tō dilśhikasta hō jāyēṅgē .
153If Baba were to ask you about this today at this first opportunity, you would become disheartened.
145Bāpdādā kō result patā hai .
154BapDada knows the result.
146Pūchhē̃gē . 147Āp lōgō̃ sē bhī vahā̃ sē result maṅgāyēṅgē .
155Baba will ask you later and also ask you to bring the results.
148Āj chhōṛ dētē haĩ .
156Baba is leaving it aside today.
149Tō kām diyā thā ki 9 lākh taiyār karkē dikhāō .
157The work you were given to do was to bring nine hundred thousand here.
150Yād hai - her|har zone kō kahā thā .
158Do you remember that? 159Every zone was asked to do this.
151Tō kis zone nē 9 lākh taiyār kiyē haĩ ?
160Which zone has prepared nine hundred thousand?
152Baṅgāl-bihār kā sēvā kā turn hai .
161It is the turn of those from Bengal and Bihar to serve this time.
153Tō baṅgāl-bihār nē 9 lākh taiyār kiyā hai ?
162So, have those from Bengal and Bihar prepared nine hundred thousand?
154Chup haĩ , bōltē nahī̃ haĩ .
163You are very quiet. 164You are not saying anything.
155Chalō ēk zone nahī̃ , sabhī zone nē , dēśh vidēśh vālō̃ nē milkar 9 lākh taiyār kiyē haĩ ?
165Okay, if not one zone alone, have all the zones together, including here and in the foreign lands, prepared nine hundred thousand?
156Vidēśh vālē batāō . 1579 lākh haĩ ?
166Those from foreign lands, speak.
158Bāpdādā tō apnī date fix kartē haĩ aur usī fix date par ātē haĩ .
167Are there nine hundred thousand? 168BapDada comes on the dates He has fixed.
159Āp bhī sab bātō̃ key|kī date fix kartē hō ?
169So, do you fix a date for everything?
160Yah hall|hāl kab tak banēgā , function kab hōgā , yah date fix kartē hō nā ?
170You fix a date for the completion of this hall or when a function will take place.
161Tō iskī date kaun see|sī|C hai ?
171So what is the date for this?
162Fix hai ?
172Is it fixed?
163Vināśh K|kē and ( ant ) mē̃ yā pahlē ?
173Is it at the end of destruction? 174Or before that?
164Kyā hōgā ?
175When will it be?
165Kyā sōchā hai ?
176What have you thought of?
166Kaun see|sī|C date hai ?
177What is the date?
167Kōī date hai yā abhī fix nahī̃ kiyā hai ?
178Have you got a date? 179Or have you not fixed it yet?
168Yah bhī bāp karē .
180Should Baba do this?
169Karnā āpkō hai .
181You should do it.
170Bāpdādā tō kahē̃gē ki śhubh kārya mē̃ dērī nahī̃ karō phir kyā karē̃gē ?
182BapDada would say that you should not delay an auspicious task, so what will you do?
171Chalō , is season K|kē end mē̃ hō jāē tō bhī achchhā .
183Okay, if it happens by the end of this season, then that is also good.
172Itnī himmat hai ?
184Do you have so much courage?
173Sirph dātā ban jāō .
185Simply become bestowers.
174Agar dātā banē̃gē tō dātā key|kī bhāvnā sē āpkī royal family aur samīp vālī prajā bahut jaldī banē̃gī .
186If you become a bestower, then with those feelings, you can very quickly prepare the royal family and the subjects who will be close to you.
175Vah lōg tō intjār kar rahē haĩ , sirph sadā dātā bannē key|kī dērī hai .
187However, you are delaying this; they are still waiting for you. 188The delay is in you becoming constant bestowers.
176Mahān sahyōgī bannē key|kī dērī hai .
189The delay is in you becoming greatly cooperative.
177Jyādā khazānā svayã prati vā sirph svayã key|kī sēvāō̃ kē prati lagātē hō .
190You use more treasures for yourself and for the service that you are involved in.
178Apnē - apnē sēvāō̃ K|kē ḍyuṭīz mē̃ jyādā samay lagātē hō .
191You give more time to your own duties in service.
179Mahān dātā ban , bēhad K|kē dātā ban world K|kē gōlē par khaṛē hō , bēhad key|kī sēvā mē̃ vibration phailāō .
192However, you are standing on the globe of the world as a great bestower, as an unlimited bestower, so now spread vibrations of unlimited service.
180Viśhva rājā bannā hai sirph zone K|kē vā apnē-apnē ḍyuṭīz K|kē sārkil K|kē rājā nahī̃ bannā hai .
193You have to become world kings; not just the kings of your zone or your own duties.
181Viśhva kalyāṇkārī hō .
194You are world benefactors.
182Abhī bēhad mē̃ jāō .
195Now, become unlimited.
183Bēhad mē̃ jānē sē hadō̃ key|kī bātē̃ svataḥ hī samāpt hō jāyēṅgī .
196By going into the unlimited, limited situations will automatically finish.
184Manōbal bahut śhrēṣhṭh bal hai , uskō use nahī̃ kartē hō .
197The power of the mind is a great power, but you do not use it.
185Vāṇī , sambandh , samparka ussē sēvā mē̃ busy rahtē hō .
198You remain busy in serving through words, relationships and contacts.
186Ab manōbal kō baṛhāō .
199Now increase the power of your mind.
187Bēhad key|kī sēvā jō abhī āp vāṇī yā sambandh , sahyōg sē kartē hō , vah manōbal sē karō . 188Tō manōbal key|kī bēhad key|kī sēvā agar āpnē bēhad key|kī vr̥itti sē , manōbal dvārā viśhva K|kē gōlē kē ūpar ūñchā sthit hō , bāp kē sāth paramdhām key|kī sthiti mē̃ sthit hō thōṛā samay bhī yah sēvā key|kī tō āpkō uskī prālabdh kaī guṇā jyādā milēgī .
200Unlimited service through the mind, at a single time for just a short time, is much greater than the unlimited service carried out through words or cooperative contacts. 201If you stabilise yourself on the globe of the world with the power of your and mind and unlimited attitude, and stabilise yourself in Paramdham with the elevated Father, then even if you serve in this way for a short time, you will receive its reward manyfold.
189Ājkal K|kē samay aur circumstance K|kē pramāṇ antim sēvā yahī mansā vā manōbal key|kī sēvā hai .
202According to today’s time and circumstances, service through the power of the mind is the final service.
190Iskā abhyās abhī sē karō .
203Practise this from now.
191Chāhē vāṇī dvārā vā sambandh samparka dvārā sēvā kartē hō lēkin ab is mansā sēvā kā abhyās ati āvaśhyak hai , sāth-sāth abhyās kartē chalō .
204You may be serving through words, contacts or relations, but the practise of serving through the mind is now extremely essential. 205Continue to practise both at the same time.
192Samjhā kyā karnā hai ?
206Do you know what you have to do?
193Yah mansā sēvā vahī raṅgat dikhāyēgī jō sthāpanā K|kē ādi mē̃ bāp key|kī mansā dvārā rūhānī ākarṣhaṇ nē bachchō̃ kō ākarṣhit kiyā .
207Just as the spiritual attraction of the service through the father’s mind attracted the children at the beginning during establishment, so the service of the mind now will show the same wonders.
194Aur mansā sēvā K|kē phal svarūp abhī bhī dēkh rahē hō ki vahī ātmāyē̃ ab bhī foundation haĩ .
208As a result of service through the mind, you can see that those souls are themselves even now the foundation.
195Drama anusār yah bāp key|kī mansā ākarṣhaṇ kā sabūt hai jō kitnē pakkē haĩ .
209According to the drama, this is the proof of the father attracting through service of the mind. 210They are so strong.
196Tō ant mē̃ bhī abhī bāp kē sāth āpkī bhī mansā ākarṣhaṇ , rūhānī ākarṣhaṇ sē jō ātmāyē̃ āyēṅgī vah samay anusār samay cum|kam , mēhnat cum|kam aur brāhmaṇ parivār mē̃ vr̥iddhi karnē kē nimitt banē̃gī .
211So, now, at the end too, together with the father, you will attract others through the spiritual attraction of the mind. 212According to time, souls who now come to you will take less time and less effort and will become instruments to bring about expansion in the Brahmin family.
197Vahī pahlē vālī raṅgat ant mē̃ bhī dēkhē̃gē .
213At the end you will see the same wonder that you saw at the beginning.
198Jaisē ādi mē̃ brahmā bāp kō sādhāraṇ na dēkh kr̥iṣhṇa K|kē rūp mē̃ anubhav kartē thē .
214In the beginning, people did not see Brahma Baba as an ordinary being, but experienced him in the form of Krishna.
199Sākṣhātkār alag chīz hai lēkin sākṣhāt svarūp mē̃ kr̥iṣhṇa hī dēkhtē , khātē-pītē chaltē thē .
215They used to experience him as this, did they not? 216To have a vision is something else, but they used to see the actual form of Krishna, and used to eat and interact with him.
200Aisā hai nā ?
217It is like this, is it not?
201Tō sthāpanā mē̃ ēk bāp nē kiyā , ant mē̃ āp bachchē bhī ātmāō̃ kē āgē sākṣhāt dēvī-dēvtā dikhāī dēgē .
218The one father did this at the beginning during establishment, and, at the end, you children too will be seen by those souls as real gods and goddesses.
202Vah samajhē̃gē hī nahī̃ ki yah kōī sādhāraṇ haĩ .
219They would not consider you to be ordinary beings.
203Vahī pūjyapan kā prabhāv anubhav karē̃gē , tab bāp sahit āp sabhī K|kē pratyakṣhatā kā pardā khulēgā .
220They would experience the impact of you being worthy of worship. 221Only then will the curtain of revelation of all of you together with the Father open.
204Abhī akēlē bāp kō nahī̃ karnā hai .
222Now, it is not just the Father alone who has to be revealed.
205Bachchō̃ kē sāth pratyakṣha hōnā hai .
223He has to be revealed with the children.
206Jaisē sthāpanā mē̃ brahmā kē sāth viśhēṣh brāhmaṇ bhī sthāpanā kē nimitt banē̃ , aisē samāpti kē samay bhī bāp K|kē sāth-sāth ananya bachchē bhī dēv rūp mē̃ sākṣhāt anubhav hōṅgē .
224Just as during establishment, together with Brahma, the Brahmins also became special instruments, so too, at the time of completion, people would practically experience the special beloved children as deities.
207Iskē liē yahī jō āj sunāyā abhī sē prālabdh svarūp mē̃ sthit rahō .
225This evening you were told that for this you should stabilise yourself in the form of the reward.
208Chhōṛō chhōṭī-chhōṭī bātō̃ kō , ab ūñchē jāō .
226Let go of all the trivialities. 227Now, go above all these.
209Viśhēṣh prālabdh svarūp kā sākṣhātkār svayã bhī karō aur karāō . 210Samjhā .
228Have a vision of the special form of your reward and also inspire others to have that vision.
211Abhī sabhī apnē anādi svarūp mē̃ ēk second mē̃ sthit hō saktē hō ?
229Do you understand? 230Now, can all of you stabilise yourself in your eternal form within one second?
212Kyōṅki ant mē̃ ēk second key|kī hī sīṭī bajnē vālī hai .
231At the end, the whistle will only blow for one second.
213Tō abhī sē abhyās karō .
232So, practise this from now.
214Bas ṭik jāō .
233Just stabilise yourself.
215 ( drill karāī ) achchhā .
234(Baba then conducted a drill.)
216Sabhī ārām sē rah rahē hō ?
235Achcha. 236Are all of you staying comfortably?
217Śhāntivan achchhā lagtā hai ?
237Do you like Shantivan?
218Sabhī kō pasand hai ?
238Do you all like Shantivan?
219Double foreigners hāth uṭhāō .
239Double foreigners, raise your hand.
220Double foreigners kō double naśhā hai vā padamguṇā naśhā hai ?
240Do the double foreigners have double intoxication or multimillion times intoxication?
221Padamguṇā naśhā hai vā double naśhā hai ? 222Foreign mē̃ tō sun rahē haĩ nā ?
241Do you have multimillion times intoxication or double intoxication?
223Sabhī dēśhō̃ mē̃ sun rahē haĩ ?
242You are listening to all this abroad, are you not?
224 ( sēṭalāiṭ-inṭaranēṭ dvārā 50 sē bhī adhik dēśhō̃ mē̃ direct bāpdādā key|kī murlī sabhī sun rahē haĩ ) dēkhō foreign key|kī invention foreign mē̃ hī pahlē kām mē̃ ā rahī hai .
243Are they listening in all the countries? 244(BapDada’s murli is being heard in over 50 countries through the internet.) 245Look, the invention from abroad is first of all useful to the foreign lands.
225Bāpdādā kō khuśhī hai ki foreign vālē bāpdādā kō pratyakṣha karnē mē̃ sahyōgī ban rahē haĩ aur āgē bhī banē̃gē .
246BapDada is happy that the foreigners are becoming co operative in revealing BapDada. 247You are becoming this and will continue to do so in the future.
226Dimāg achchhā chalātē haĩ .
248You use your intellect well.
227Invention achchhī nikāltē haĩ isliē pahlā chance unhō̃ kō hī milā hai .
249You have created good inventions and therefore you have been given the first chance.
228Tō jō bhī apnē-apnē dēśh mē̃ sun rahē haĩ . 229Bāpdādā sabhī bachchō̃ kō is hall|hāl mē̃ phariśhtō̃ K|kē rūp mē̃ hājir nāzir dēkh rahē haĩ .
250BapDada is seeing all of you who are listening in your own countries as everpresent in this hall in your angelic form; He is seeing a double gathering.
230Double sabhā dēkh rahē haĩ . 231Ēk sākār aur dūsrī phariśhtō̃ key|kī sabhā .
251One is the corporeal gathering and the other is the gathering of angels.
232Bhārat mē̃ bhī chārō̃ ōr K|kē bachchē phariśhtē rūp mē̃ śhāntivan mē̃ pahuñch gayē haĩ . 233Tō sabhī bachchō̃ kō sākār rūpdhārī bachchō̃ sē pahlē akhuṭ yādpyār dē rahē haĩ .
252The children from all over Bharat have also reached Shantivan in their angelic form. 253So BapDada is giving limitless love and remembrance first to all those children, even before giving it to the children present in the physical form.
234Bāpdādā dēkh rahē haĩ ki kōnē-kōnē sē bachchē śhāntivan nivāsī ban avyakt anubhav kar rahē haĩ .
254BapDada is seeing which children have become residents of Shantivan and are having avyakt experiences. 255You have found a very good facility.
235Bahut achchhā sādhan milā hai aur sadā sādhan aur sādhnā dōnō̃ sāth rakhnā .
256Constantly keep all the facilities and spiritual endeavour together.
236Achchhā . 237Sarv chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō sadā bhāgya key|kī rēkhāyē̃ emerge rūp mē̃ smr̥iti mē̃ rakhnē vālī ātmāō̃ kō , sadā apnē saṅgamyugī sarv prāpti svarūp prālabdh kō anubhav karnē vālē , sadā master dātā , mahā sahyōgī ātmāō̃ kō , sadā mansā sēvā dvārā viśhva K|kē ātmāō̃ K|kē kalyāṇkārī ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē . 238Eastern aur tāmilnāḍu K|kē sēvādhāriyō̃ prati - eastern zone vā tāmilnāḍu dōnō̃ nē milkar apnē umaṅg-utsāh sē , ēk dō K|kē sahyōg sē ēk dō kō āgē rakhtē huē jō part bajāyā vah bahut achchhā . 239Yah saṅgaṭhan bahut śhakti dētā hai .
257Achcha.
240Sabhī key|kī aṅgulī sē sēvā key|kī saphaltā sahaj hō jātī hai . 241Tō āp sabhī jō bhī eastern vā tāmilnāḍu K|kē bhāī aur bahan sēvā mē̃ āyē haĩ , sabhī nē jō sahyōg key|kī śhakti use karkē sabhī kō jō śhānti aur śhakti kā anubhav karāyā , snēh kā anubhav karāyā vah bahut achchhā hai aur āgē bhī achchhā rahēgā . 242Isliē sabhī key|kī taraph sē bāpdādā bhī mubārak dē rahē haĩ .
258To all the children from everywhere; to all the souls who constantly keep the line of fortune in their consciousness in an emerged form; to those who constantly experience their form of the reward of all attainments at the confluence age; to the souls who are constantly master bestowers and greatly cooperative; to the world benefactor souls for all souls of the world who constantly serve through the mind, BapDada’s love, remembrance and namaste.
243Achchhā . 244Ōm śhānti .
259* * * O M S H A N T I * * *